सोमवार 18 जनवरी 1999 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 118-01-99 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 18-01-1999 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Vartamān samay K|kē pramāṇ vairāgya vr̥itti kō emerge kar sādhnā kā vāyumaṇḍal banāō

1NOW, YOUR ATTITUDE OF UNLIMITED DISINTEREST MUST EMERGE AND CREATE AN ATMOSPHERE OF SADHANA (SPIRITUAL ENDEAVOUR).

3Āj snēh K|kē sāgar bāpdādā apnē ati snēhī bachchō̃ sē mil rahē haĩ .

2Today, BapDada, the Ocean of Love, is meeting His extremely lovely children.

4Āj kā din viśhēṣh snēh kā din hai .

3Today is a special day of love.

5Amr̥itvēlē sē lēkar chārō̃ ōr K|kē bachchē snēh key|kī laharō̃ mē̃ laharā rahē haĩ .

4From amrit vela, children everywhere have been swept along in waves of love.

6Har ēk bachchē K|kē dil kā snēh dilārām bāp kē pās pahũch gayā .

5The love in each child’s heart is reaching Baba, the Comforter of Hearts.

7Bāpdādā bhī sabhī bachchō̃ kō snēh K|kē response mē̃ snēh aur samarth-pan kā vardān dē rahē haĩ .

6In response to the love of you children, BapDada blesses all of you with love and power.

8Āj K|kē din kō bāpdādā yagya key|kī sthāpanā mē̃ viśhēṣh parivartan kā din kahtē haĩ .

7Baba calls today the special day of transformation in the creation of the yagya.

9Āj K|kē din brahmā bāp gupta rūp mē̃ backbone ban apnē bachchō̃ kō sākār rūp mē̃ viśhva K|kē mañch par pratyakṣha kiyā .

8On this day, Brahma Baba became the incognito backbone in order to reveal his children on the corporeal stage of the world.

10Isliē is divas kō bachchō̃ K|kē pratyakṣhatā kā din kahā jātā hai , samarth divas kahā jātā hai , will power dēnē kā divas kahā jātā hai .

9This is why this day is also called the day the children are revealed. 10It is called the day of power. 11It is called the day to give will power.

11Brahmā bāp gupta rūp mē̃ kārya karā rahā hai .

12Brahma Baba, in an incognito way, is inspiring everything to happen.

12Alag nahī̃ hai , sāth hī hai sirph gupta rūp mē̃ karā rahā hai . 13Yah avyakti divas bachchō̃ K|kē kārya kō tīvr gati mē̃ lānē kā divas hai .

13He is not separated from you, he is with you, but is just doing everything in an incognito way. 14This avyakt day is for speeding up the children’s task.

14Abhī bhī har ēk bachchē key|kī chhatrachhāyā ban pālnā kā karttavya kar rahē haĩ .

15Even now, the canopy of protection is sustaining all of you children.

15Jaisē mā̃ bachchō̃ kē liē chhatrachhāyā hōtī hai aisē hī amr̥itvēlē sē lēkar brahmā mā̃ chārō̃ taraph K|kē bachchō̃ key|kī rēkh-dēkh kartē rahtē haĩ .

16Just as a mother is a canopy of protection for her children, so too, from amrit vela, Mother Brahma has been looking after all the children everywhere.

16Sākār mē̃ nimitt bachchē haĩ lēkin bhāgya vidhātā brahmā mā̃ her|har bachchē K|kē bhāgya kō dēkh bachchō̃ kō viśhēṣh śhakti , himmat , umaṅg-utsāh key|kī pālnā kartē rahtē haĩ .

17It is you children who are the instruments in the corporeal form, but Mother Brahma, as a bestower of fortune, sees the fortune of every child and especially sustains you with special power, courage, zeal and enthusiasm.

17Śhiv bāp tō sāth mē̃ hai hī lēkin viśhēṣh brahmā kā pālnā kā part hai .

18Father Shiva is with you anyway, but Brahma has the special part of sustaining you.

18Āj K|kē din bhāgya vidhātā brahmā her|har bachchē kō viśhēṣh snēh K|kē return mē̃ vardān kā bhaṇḍār bhaṇḍārī ban bāṇṭtē haĩ .

19Today, in return of the special love you children have, Brahma, the bestower of fortune, as a bhandari of the treasure­store of blessings is distributing all blessings.

19Jō bachchā jitnā avyakt sthiti mē̃ sthit hō milan manātē haĩ us har ēk bachchē kō jō vardān chāhiē vah sahaj prāpt hōtā hai .

20To the extent that you children celebrate a meeting through your avyakt stage, you are accordingly easily able to receive whatever blessings you want.

20Vardānō̃ kā khulā bhaṇḍār hai , jō chāhiē , jitnā chāhiē utnā prāpt hōnē kā śhrēṣhṭh divas hai .

21It is an open treasure­store of blessings. 22Today is the elevated day on which you can take as many blessings as you want.

21Snēh kā return hōtā hai - sahaj vardān key|kī gift .

23You easily receive the gift of blessings in the return of your love.

22Tō gift mē̃ mēhnat nahī̃ karnī paṛtī hai , sahaj prāpti hōtī hai .

24You don’t have to make effort to receive a gift. 25You receive all attainments easily.

23Gift māṅgī nahī̃ jātī hai , svataḥ hī prāpt hōtī hai .

26You don’t have to ask for a gift, you automatically receive a gift.

24Purūṣhārth sē vardān K|kē anubhūti key|kī prāpti alag chīz hai lēkin āj K|kē din brahmā mā̃ snēh K|kē return mē̃ vardān dētē haĩ .

27To receive blessings in return of your own efforts is a different matter. 28However, today, Mother Brahma is especially giving you this in return for your love.

25Tō āj K|kē din sabhī nē sahaj vardān prāpt hōnē key|kī anubhūti key|kī  ?

29Did each of you experience yourself receiving all blessings easily today?

26Abhī bhī sachchē dil K|kē snēh kā return vardān prāpt kar saktē hō .

30Even now, in return of the true love in your heart, you can still receive all blessings.

27Vardān prāpt karnē kā sādhan hai - dil kā snēh .

31The way to attain blessings is to have love in your heart.

28Jahā̃ dil kā snēh hai , vō snēh aisā khazānā hai jis khazānē dvārā , bāpdādā dvārā jō chāhē avināśhī vardān prāpt kar saktē hō .

32The love in your heart is a treasure from which you can take all the imperishable blessings that you want from BapDada. 33Do all of you children have that treasure of love?

29Vah snēh kā khazānā her|har bachchē kē pās hai  ?

34You have come here because you have the treasure of love.

30Snēh kā khazānā hai tab tō pahũchē hō nā  !

35Love has pulled you here. 36It is easy to have love.

31Snēh khīñchkar lāyā hai aur snēh mē̃ rahnā bahut sahaj hai .

37None of you need to labour in your efforts, because every one of you experiences love.

32Purūṣhārth key|kī mēhnat nahī̃ karnī paṛtī kyōṅki snēh kā anubhav her|har ātmā kō hōtā hī hai .

38Your love used to be shared out to many and is now only connected to One. 39Previously, you had many different relationships, but now all the relationships you have with the One.

33Sirph ab jō bikharā huā snēh thā , kuchh kahā̃ , kuchh kahā̃ thā , vah bikharā huā snēh ēk K|kē hī sāth jōṛ liyā hai kyōṅki pahlē alag-alag sambandh thā , ab ēk mē̃ sarv sambandh haĩ .

40Therefore, you are easily able to give your total love to just the One. 41This is why each of you says, “My Baba”. 42All of you have had a heart­to­heart conversation and said, “My Baba”, have you not? 43What have all of you been doing all day?

34Tō sahaj sarv snēh ēk sē hō gayā .

44You have been offering flowers of love to Baba.

35Isliē har ēk kahtā hai mērā bābā .

45BapDada received the most beautiful flowers of love.

36Tō snēh kissē hōtā hai  ? 37Mērē sē .

46The love all of you have is very good.

38Sabhī kahtē haĩ nā mērā bābā , yā dādiyō̃ kā bābā hai  ?

47Baba now says: Let the form of your love emerge in a practical way.

39Mahārathiyō̃ kā bābā hai  ? 40Sabkā bābā hai nā  !

48This is what it means to become equal.

41Āj K|kē din kitnē bār har ēk bachchē nē dil sē kahā - mērā bābā , mērā bābā .

49All of you have the aim of becoming equal, do you not? 50That should now be visible in a practical way.

42Sabhī nē mērā-bābā , mērā-bābā kah rūh-rūhān key|kī nā  ! 43Sārā din kyā kiyā  ? 44Snēh K|kē puṣhp bāpdādā kō arpit kiyē .

51Whichever child people see, meet, or come into contact with, they should be able to see the virtues of God, the Father, and of Father Brahma in the face and form of that child.

45Bāpdādā kē pās snēh K|kē puṣhp bahut baṛhiyā sē baṛhiyā pahũch rahē thē .

52They should experience your eyes, your words, your attitude and your vibrations to be totally unique.

46Snēh tō bahut achchhā rahā , ab bāp kahtē haĩ snēh kā svarūp sākār mē̃ emerge karō . 47Vah hai samān bannā . 48Abhī yah samān bannē kā lakṣhya tō sabhī kē pās hai , abhī sākār mē̃ lakṣhaṇ dikhāī dē̃ .

53Because Madhuban is the place where Brahma performed actions and because this place is filled with the vibrations of his tapasya, karma and renunciation, everyone who comes here easily experiences this place to be a unique world.

49Jis bhī bachchē kō dēkhē̃ , jō bhī milē , sambandh-sampark mē̃ āyē , unhō̃ kō yah lakṣhaṇ dikhāī dē̃ ki yah jaisē paramātmā bāp , brahmā bāp K|kē guṇ haĩ , vah bachchō̃ K|kē sūrat aur mūrat sē dikhāī dē̃ . 50Anubhav karē̃ ki inkē nayan , inkē bōl , inhō̃ key|kī vr̥itti vā vibration nyārē haĩ . 51Madhuban mē̃ ātē haĩ tō bāp brahmā K|kē karma sākār mē̃ hōnē K|kē kāraṇ bhūmi mē̃ tapasyā , karma aur tyāg K|kē vibration samāyē huē hōnē K|kē kāraṇ yahā̃ sahaj anubhav kartē haĩ ki yah saṅsār nyārā hai kyōṅki brahmā bāp aur viśhēṣh bachchō̃ K|kē vibration sē vāyumaṇḍal alaukik banā huā hai .

54This place has been made alokik by the vibrations of Father Brahma and the special children.

52Aisē hī jō bachchā jahā̃ bhī rahtā hai , jō bhī karmakṣhētra hai , har ēk bachchē sē bāp samān guṇ , karma aur śhrēṣhṭh vr̥itti kā vāyumaṇḍal anubhav mē̃ āyē , iskō bāpdādā kahtē haĩ - bāp samān bannā .

55In the same way, wherever you children are living, and wherever you are working, others should experience your virtues, your deeds and the atmosphere of your elevated attitude to be equal to the Father’s. 56This is what BapDada refers to as becoming equal to the Father (Bap Samaan).

53Jō abhī tak saṅkalp hai bāp samān bannā hī hai , vah saṅkalp abhī chēhrē aur chalan sē dikhāī dē .

57Up to now you have been thinking about becoming equal to the Father, but now, that thought should be visible on your face and in your behaviour.

54Jō bhī sambandh-sampark mē̃ āyē unkē dil sē yah āvāj nikalē ki yah ātmāyē̃ bāp samān haĩ .

58The sound that should emerge from the heart of anyone who comes into contact with you should be that you souls are equal to the Father.

55 ( bīcabī cha mē̃ khā̃sī ā rahī hai ) āj mike kharāb hai , milnā tō hai nā .

59(Every now and then Baba started coughing.) 60Today, this mike is not so good, but still Baba has to meet you.

56Yah bhī tō mike hai nā , yah mike nahī̃ chaltā tō yah mike bhī kām kā nahī̃ .

61This too is a mike. 62If this mike (body) doesn’t work, then this mike (physical mike) is of no use.

57Kōī harjā nahī̃ yah bhī mausam kā phal hai .

63It isn’t serious because this is just the fruit of the season.

58Tō bāpdādā abhī sabhī bachchō̃ sē yah pratyakṣhatā chāhtē haĩ .

64Now, BapDada wants to see this revelation in all of you children.

59Jaisē vāṇī dvārā pratyakṣhatā kartē hō tō vāṇī kā prabhāv paṛtā hai , ussē bhī jyādā prabhāv guṇ aur karma kā paṛtā hai .

65When you reveal something in words, it has an impact, but there will be much greater impact through your virtues and actions.

60Har ēk bachchē K|kē nayanō̃ sē yah anubhav hō ki inhō̃ K|kē nayanō̃ mē̃ kōī viśhēṣhtā hai . 61Sādhāraṇ nahī̃ anubhav karē̃ . 62Alaukik haĩ .

66Everyone should experience from each of you children to have something special in your eyes. 67They shouldn’t experience you as being ordinary, but as being alokik, unique.

63Unhō̃ K|kē man mē̃ question uṭhē ki yah kaisē banē̃ , kahā̃ sē banē̃ .

68Their minds should be wondering how you became like this; and who made you like this.

64Svayã hī sōchē̃ aur pūchhē̃ ki banānē vālā kaun  ?

69They themselves should wonder and ask you: Who made you like this?

65Jaisē ājkal K|kē samay mē̃ bhī kōī baṛhiyā chīz dēkhtē hō tō dil mē̃ uṭhtā hai ki yah banānē vālā kaun hai  !

70Nowadays, when people see something beautiful, they ask who made it. 71In the same way, you must reveal the Father by making your stage equal to the Father’s.

66Aisē apnē bāp samān bannē key|kī sthiti dvārā bāp kō pratyakṣha karō .

72Nowadays, the majority of souls wonder whether it is possible for souls to become like that.

67Ājkal majority ātmāyē̃ sōchtī haĩ ki kyā is sākār sr̥iṣhṭi mē̃ , is vātāvaraṇ mē̃ rahtē huē aisē bhī kōī ātmāyē̃ ban saktī haĩ  !

73They wonder whether it is possible for anyone to live in the atmosphere of this corporeal world and still become like that.

68Tō āp unhō̃ kō yah pratyakṣha mē̃ dikhāō ki ban saktā hai aur ham banē haĩ .

74You should show them that it really is possible to become that in practical and that you have to become that.

69Ājkal pratyakṣha pramāṇ kō jyādā māntē haĩ .

75Nowadays, people believe in practical examples a lot more than theory.

70Sunnē sē bhī jyādā dēkhnē chāhtē haĩ tō chārō̃ ōr kitnē bachchē haĩ , har ēk bachchā bāp samān pratyakṣha pramāṇ ban jāē tō mānnē aur jānnē mē̃ mēhnat nahī̃ lagēgī .

76They want to see something rather than just hearing about it. 77There are very many of you children everywhere, so if all of you were to become practical examples of being equal to the Father, they would not take long to understand and accept this.

71Phir āpkī prajā bahut jaldī-jaldī taiyār hō jāyēgī .

78Your subjects would then be created very quickly.

72Mēhnat , samay cum|kam aur pratyakṣha pramāṇ anubhav karnē sē jaisē prajā kā stamp lagtā jāyēgā .

79When they see you as the practical example of making less effort in a shorter time, they can be stamped with the stamp of a subject.

73Rājē-rānī tō āp bannē vālē haĩ nā  !

80All of you are to become kings and queens, are you not?

74Bāpdādā ēk bāt kā phir sē attention dilā rahē haĩ ki vartamān vāyumaṇḍal K|kē anusār man mē̃ , dil sē abhī vairāgya vr̥itti kō emerge karō .

81Because of the present atmosphere, BapDada will once again draw your attention to now letting the attitude of disinterest emerge in your minds and hearts.

75Bāpdādā nē her|har bachchē kō chāhē pravr̥itti mē̃ hai , chāhē sēvākēndra par hai , chāhē kahā̃ bhī rahtē haĩ , sthūl sādhan har ēk kō diyē haĩ , aisā kōī bachchā nahī̃ hai jiskē pās|pass khānā , pīnā , rahnā iskē sādhan nahī̃ hō .

82Whether you children live at home with your family, or at the centre or anywhere else, BapDada has given physical facilities to each and every one of you. 83There isn’t a single child who doesn’t have the means to eat or a place to stay.

76Jō bēhad K|kē vairāgya key|kī vr̥itti mē̃ rahtē huē āvaśhyak sādhan chāhiē , vah sabkē pās|pass haĩ .

84Each of you has all the facilities you need whilst being able to maintain an attitude of unlimited disinterest.

77Agar kōī kō kamī hai tō vah uskē apnē alabēlē-pan yā ālasya K|kē kāraṇ hai .

85It is a different matter if someone is lacking something due to his or her own carelessness or laziness.

78Bākī ḍrāmānusār bāpdādā jāntē haĩ ki āvaśhyak sādhan sabkē pās|pass haĩ .

86However, BapDada knows that according to the drama, each of you children has every essential thing that you need.

79Jō āvaśhyak sādhan haĩ vah tō chalnē hī haĩ .

87You have all the facilities and will continue to receive all the facilities you need all the time.

80Lēkin kahā̃-kahā̃ āvaśhyaktā sē bhī jyādā sādhan haĩ .

88However, in some cases, the use of the facilities is greater than the need of them.

81Sādhnā cum|kam hai aur sādhan kā prayōg karnā yā karānā jyādā hai .

89Due to this, there is less spiritual endeavour and more use of the facilities.

82Isliē bāpdādā āj bāp samān bannē K|kē divas par viśhēṣh underline karā rahē haĩ - ki sādhanō̃ K|kē prayōg kā anubhav bahut kiyā , jō kiyā vah bhī bahut achchhā kiyā , ab sādhnā kō baṛhānā arthāt bēhad key|kī vairāgya vr̥itti kō lānā .

90This is why BapDada is specially underlining this for you on this day, the day of becoming equal to the Father. 91You have been using all of those facilities a great deal. 92Whatever you have done up to now has been very good. 93However, now, to increase your spiritual endeavour means to create an attitude of unlimited disinterest.

83Brahmā bāp kō dēkhā last ghaṛī tak bachchō̃ kō sādhan bahut diyē lēkin svayã sādhanō̃ K|kē prayōg sē dūr rahē .

94You saw how Brahma Baba till the last moment gave you children many facilities and how he himself remained detached from using them.

84Hōtē huē dūr rahnā - usē kahē̃gē vairāgya .

95Whilst having and using the facilities, you have to remain detached from them.

85Lēkin kuchh hai hī nahī̃ aur kahē ki hamkō tō vairāgya hai , ham tō haĩ hī vairāgī , tō vah kaisē hōgā .

96It is a different matter when you don’t have those facilities to say that you have unlimited disinterest in them.

86Vah tō bāt hī alag hai .

97Some say, “I have disinterest”.

87Sab kuchh hōtē huē knowledge aur viśhva-kalyāṇ key|kī bhāvnā sē , bāp kō , svayã kō pratyakṣha karnē key|kī bhāvnā sē abhī sādhanō̃ kē bajāē bēhad key|kī vairāgya vr̥itti hō .

98But if you don’t have any of them, how could there be an interest in them? 99Now that you have knowledge, and feelings of world benefit and feelings of wanting to reveal the Father and the self, instead of relying on those facilities, make spiritual endeavour.

88Jaisē sthāpanā K|kē ādi mē̃ sādhan cum|kam nahī̃ thē , lēkin bēhad K|kē vairāgya vr̥itti key|kī bhaṭṭhī mē̃ paṛē huē thē .

100At the beginning of the creation of the yagya, the facilities you had were no less, but you were able to remain in a bhatti of unlimited disinterest.

89Yah 14 varṣh jō tapasyā key|kī , yah bēhad K|kē vairāgya vr̥itti kā vāyumaṇḍal thā .

101The fourteen years of tapasya you did was in an atmosphere of unlimited disinterest.

90Bāpdādā nē abhī sādhan bahut diyē haĩ , sādhanō̃ key|kī abhī kōī kamī nahī̃ hai lēkin hōtē huē bēhad kā vairāgya hō .

102BapDada has now given you many facilities. 103You lack nothing in terms of facilities, but using these facilities, you should have unlimited disinterest.

91Viśhva key|kī ātmāō̃ K|kē kalyāṇ kē prati bhī is samay is vidhi key|kī āvaśhyaktā hai kyōṅki chārō̃ ōr ichchhāyē̃ baṛh rahī haĩ , ichchhāō̃ K|kē vaśh ātmāyē̃ parēśhān haĩ , chāhē padmapati bhī haĩ lēkin ichchhāō̃ sē vah bhī parēśhān haĩ .

104At this time, it is essential for you to adopt this method. 105The desire of everyone to benefit the souls of the world is increasing everywhere. 106Souls are distressed because of being subservient to their desires. 107Even multimillionaires become distressed because of being influenced by their desires.

92Vāyumaṇḍal mē̃ ātmāō̃ key|kī parēśhānī kā viśhēṣh kāraṇ yah had key|kī ichchhāyē̃ haĩ .

108The main cause of an atmosphere of distress within souls is all the limited desires they have.

93Ab āp apnē bēhad key|kī vairāgya vr̥itti dvārā un ātmāō̃ mē̃ bhī vairāgya vr̥itti phailāō .

109Therefore, with your attitude of unlimited disinterest, you now have to make those souls have an attitude of disinterest.

94Āpkē vairāgya vr̥itti K|kē vāyumaṇḍal K|kē binā ātmāyē̃ sukhī , śhānt ban nahī̃ saktī , parēśhānī sē chhūṭ nahī̃ saktī .

110Without your attitude of unlimited disinterest, souls will not be able to experience peace or happiness nor will they be able to become liberated from their subservience.

95Āp vr̥ikṣha key|kī jaṛ haĩ , brāhmaṇō̃ kā sthān vr̥ikṣha mē̃ kahā̃ dikhāyā hai  ?

111You are the roots of the tree. 112In the picture of the tree, where are you Brahmins shown? 113You are shown amongst the roots.

96Jaṛ mē̃ dikhāyā hai nā  !

114You are the foundation.

97Tō āp foundation haĩ , āpkī lahar viśhva mē̃ phailēgī isliē bāpdādā viśhēṣh sākār mē̃ brahmā bāp samān bannē key|kī vidhi , vairāgya vr̥itti key|kī taraph viśhēṣh attention dilā rahā hai .

115Whatever wave you create will spread throughout in the world. 116This is why BapDada is telling you to pay attention to your attitude of disinterest so that it becomes equal to the Father’s, and especially so that it becomes equal to Father Brahma’s in the corporeal form.

98Har ēk sē anubhav hō ki yah sādhanō̃ vaśh nahī̃ , sādhnā mē̃ rahnē vālē haĩ .

117Everyone should see that you are not influenced by your facilities, but are engrossed in making spiritual endeavour.

99Hōtē huē vairāgya vr̥itti hō . 100Āvaśhyak sādhan use karō lēkin jitnā hō saktā hai utnā dil K|kē vairāgya vr̥itti sē , sādhanō̃ K|kē vaśhībhūt hōkar nahī̃ .

118Whilst having all facilities you should have an attitude of disinterest. 119Use the essential facilities, but have as much disinterest in your heart as possible, and then you won’t be subservient by those facilities.

101Abhī sādhnā kā vāyumaṇḍal chārō̃ ōr banāō .

120Now create an atmosphere of spiritual endeavour everywhere.

102Samay samīp K|kē pramāṇ abhī sachchī tapasyā vā sādhnā hai hī bēhad kā vairāgya .

121Because time is drawing to a close, to have real tapasya and make real spiritual endeavour means is to have unlimited disinterest.

103Sēvā kā vistār is varṣh mē̃ bahut kiyā .

122You have increased service a great deal this year.

104Is varṣh chārō̃ ōr baṛē-baṛē programme kiyē aur sēvā sē sahyōgī ātmāyē̃ bhī bahut banē haĩ , samīp āyē haĩ , samparka mē̃ āyē haĩ , lēkin kyā sirph sahyōgī banānā hai  ?

123You have held big programmes everywhere. 124You have already been told that this year, many souls have become co­operative through service and have come into close contact. 125However, do you just have to let them remain co­operative souls?

105Yahā̃ tak rakhnā hai kyā  ?

126Some of those good co­operative souls are very good.

106Sahyōgī ātmāyē̃ achchhī-achchhī haĩ , ab un sahyōgī quality vālī ātmāō̃ kō aur sambandh mē̃ lāō .

127Now, bring those co­ operative souls close and into a close relationship with you. 128Give them such an experience that from just being co­operative, they become easy yogis.

107Anubhav karāō , jissē sahyōgī sē sahaj yōgī ban jāē̃ .

129For this, you first need an atmosphere of sadhana and next, an atmosphere of unlimited disinterest.

108Iskē liē ēk tō sādhnā kā vāyumaṇḍal aur dūsrā bēhad key|kī vairāgya vr̥itti kā vāyumaṇḍal hō tō issē sahaj sahyōgī sahaj yōgī ban jāyēṅgē .

130Through this, those co­operative souls will easily become yogi souls. 131Continue to serve them but remember that the atmosphere of sadhana and tapasya is also essential.

109Unhō̃ key|kī sēvā bhalē kartē rahō lēkin sāth mē̃ sādhnā , tapasyā kā vāyumaṇḍal āvaśhyak hai .

132You now have to perform powerful tapasya everywhere, so that that tapasya can become an instrument for serving through the mind.

110Abhī chārō̃ ōr powerful tapasyā karnī hai , jō tapasyā mansā sēvā kē nimitt banē̃ , aisī powerful sēvā abhī tapasyā sē karnī hai .

133You now have to do very powerful service through tapasya. 134It is now essential for you to receive touchings for service in your mind.

111Abhī mansā sēvā arthāt saṅkalp dvārā sēvā key|kī touching hō , uskī āvaśhyaktā hai .

135Time is drawing to a close and so you must have a constant stage and a constantly powerful atmosphere.

112Samay samīp ā rahā hai , nirantar sthitiyā̃ aur nirantar powerful vāyumaṇḍal key|kī āvaśhyaktā hai .

136In order to become equal to the Father, you have to have the same speciality of an attitude of unlimited disinterest that you saw in Father Brahma.

113Bāp samān bannā hai tō pahlē bēhad key|kī vairāgya vr̥itti dhāraṇ karō . 114Yahī brahmā bāp key|kī ant tak viśhēṣhtā dēkhī .

137Until the last moment, He had no interest or attachment to either physical comforts or the children, but just maintained his attitude of disinterest.

115Na vaibhav mē̃ lagāv rahā , na bachchō̃ mē̃ … sabsē vairāgya vr̥itti .

138So, on this special day, make the lesson of becoming equal to the Father very firm.

116Tō āj K|kē din kā bāp samān bannē kā pāṭh pakkā karnā .

139“I have to become equal to Father Brahma.”

117Bas brahmā bāp samān bannā hī hai . 118Aisā dr̥iṛh niśhchay avaśhya āgē baṛhāyēgā .

140By having determination in your faith, you will definitely be able to make progress.

119Bākī sabhī bachchē sōchtē hōṅgē ki āj prize milnā hai .

141All of you children are probably that a prize is to be given today.

120Abhī dēkhō chārō̃ ōr K|kē bachchē tō haĩ nahī̃ , tō sirph āp āyē huē kō prize dē̃  !

142However, not all the children from everywhere have arrived here yet. 143So, should it just be you who is given a prize.

121Prize tō hai hī parantu bāpdādā kahtē haĩ - har ēk sārē varṣh mē̃ sarv bandhanō̃ sē mukt rahē  !

144There is a prize, but BapDada says: A list had been created of all the bondages you had to become liberated from.

122List nikālī thī nā .

145How many bondages were there? 146(18). 147OK.

123Kitnē bandhan nikālē thē  ? 124 ( 18 ) achchhā tō 18 hī bandhan sē svapn tak bhī mukt , svapn mē̃ bhī kōī bandhan key|kī rūp-rēkhā na āī hō , iskō kahā jātā hai - mukt .

148Have you become liberated from all 18 bondages even in your dreams? 149When you don’t have any form of bondage, even in your dreams, you can be called liberated. 150You raise your hands very easily.

125Tō hāth tō bahut sahaj uṭhātē haĩ , bābā kō patā hai hāth uṭhvāyēṅgē tō bahut prakār K|kē hāth uṭhē̃gē lēkin phir bhī bāpdādā kahtē haĩ ki jis checking sē āp hāth uṭhānē kē liē taiyār haĩ , bāpdādā kō patā hai kitnē taiyār haĩ , kaun taiyār haĩ .

151Baba knows that if He were to ask you to raise your hands, the hands of many types of souls would be raised. 152Nevertheless, BapDada knows which children and how many there are who check themselves in a subtle way, and are thereby ready to raise their hands. 153You must now become more introverted and check yourself in an even more subtle way.

126Abhī bhī aur antarmukhī ban sūkṣhma checking karō . 127Achchhā kōī kō duḥkh nahī̃ diyā , lēkin jitnā sukh kā khātā jamā hōnā chāhiē utnā huā  ?

154You should check yourself like this: OK, I may not have made anyone unhappy, but did I accumulate anything in my account of happiness as much as I should have?

128Nārāz nahī̃ kiyā , rāzī kiyā  ?

155I didn’t upset anyone, but did I make anyone happy?

129Vyarth nahī̃ sōchā lēkin vyarth K|kē jagah par śhrēṣhṭh saṅkalp itnē hī jamā huē  ?

156Although I didn’t have any waste thoughts, did I accumulate any elevated thoughts in their place?

130Sabkē prati śhubh bhāvnā rakhī lēkin śhubh bhāvnā kā response milā  ?

157I maintained good wishes for everyone, but did I receive any response of those good wishes?

131Vah chāhē badalē|badlē nahī̃ badalē|badlē , lēkin āp ussē santuṣhṭ rahē  ?

158Whether someone changed or not, did I remain content with that person?

132Aisī sūkṣhma checking phir bhī apnē āpkī karō aur agar aisī sūkṣhma checking mē̃ pās|pass hō tō bahut achchhē hō .

159You must now check yourself in an even more subtle way like this and see whether you have passed.

133Aisī pās|pass ātmāyē̃ apnē-apnē sēvākēndra par chārō̃ ōr centre par apnā nām , result sab bātō̃ mē̃ kitnā percent rahā  ?

160You should also check yourself in this way, and see whether the souls around you at your centre or subcentre give you a pass mark. 161What percentage did you attain as a result?

134Sukh kitnē kō diyā  ?

162How many did you make happy?

135Rāzī kitnē rahē  ?

163How many were content with you?

136Nārāz kō rājī kiyā  ?

164Did you make those who were upset happy?

137Ki jō rāzī hai uskō hī rāzī kiyā  ?

165Or, did you just give happiness to those who were already happy?

138Tō yah sab checking karkē pass with honour haĩ , tō apnā nām , apnē teacher kō likh karkē dō aur teacher jō chhōṭē-chhōṭē centre haĩ , unhō̃ kē ūpar jō baṛī bahinē̃ mukarar haĩ , vah unhō̃ sē pās|pass karāvē̃ phir zone kē pās sab nām āvē̃ .

166If, after checking yourself in all these things, you consider yourself to have passed with honour, then give your name to your teacher. 167The teachers should then have this all verified by the person in charge of that area and then pass it on to the one in charge of the zone.

139Zone kē pās sab nām ikaṭṭhē karō phir vah zone vālī aisī pās|pass vālī ātmāō̃ K|kē nām madhuban mē̃ bhējē̃ , phir inām milēgā .

168All the names should be collected by the one in­charge of the zone and then those names should be sent to Madhuban. 169Then you will receive a prize.

140Phir tālī bajāyēṅgē .

170Then you may applaud.

141Jō aisē pass with honour hōṅgē uskō tō prize milnā hī chāhiē , vah milēgī lēkin sachchī dil sē , sachchē bāp kō apnā sachchā pōtāmēl batānā aur prize lēnā kyōṅki bāpdādā kē pās sabkē saṅkalp tō pahũchtē haĩ nā .

171Those who have passed with honour in this way will definitely receive a prize. 172You will receive that prize, but before you claim your prize, you must show your true chart to the true Father with an honest heart.

142Tō jō hāth uṭhānē vālē haĩ nā , usmē̃ bāpdādā nē dēkhā ki mix bahut haĩ aur binā samajh K|kē hāth uṭhā dētē haĩ .

173Everyone’s thoughts reach BapDada. 174Out of those who raised their hands, BapDada saw that there was a mixed variety of souls.

143Tō kōī mix vālē hāth uṭhā dē̃ aur bāpdādā prize nahī̃ dēvē tō achchhā nahī̃ hai .

175It would not be good if a mixed variety of souls, who raise their hands even without understanding, and are not given a prize by BapDada.

144Isliē kāyadē-pramāṇ agar pass with honour haĩ tō uskī tō bahut-bahut mahimā hai aur aisē kā nām tō sabhī brāhmaṇō̃ mē̃ prasiddh hōnā chāhiē nā .

176This is why, if you have passed with honour, it is better to have a system so that you can be praised a great deal, and the names of such souls would become very well known in the Brahmin family. 177It is good.

145Achchhā hai , majority nē mēhnat achchhī kī hai , attention rahā hai parantu sampūrṇ key|kī bāt hai .

178The majority of you have worked hard. 179You have been paying attention, but it is now a question of becoming complete.

146Jinhōnnē mēhnat kī hai , unhō̃ kō āj prize kē bajāē mubārak dē rahē haĩ .

180Instead of being given a prize, those of you who have made this effort are being congratulated today.

147Phir prize dēgē .

181You will receive a prize later.

148Ṭhīk hai nā  !

182Is this OK?

149Achchhā –

183Is this clear? 184Achcha.

150Dūsrī bāt thī ki sabhī zone vālō̃ kō march tak mike lānā hai , sabhī kō yād tō hai .

185Secondly, those from all the different zones have to bring a mike here by March. 186All of you remember this, do you not?

151Tō pahlē march mē̃ bāpdādā zone vālō̃ sē result lē̃gē , kisnē aur kis quality kā mike taiyār kiyā .

187On the 1st March, BapDada will ask for this result from all the zones. 188He will ask: Who prepared a mike and of what quality?

152Āp kahē̃gē yah mike hai lēkin hōgā chhōṭā mike .

189Perhaps you say that someone is a mike, but he might only be a small mike.

153Samjhō jis nagar kā mike nikalā , usī nagar kā mike hai , zone kā bhī nahī̃ hai , tō uskō chhōṭā mike kahē̃gē nā .

190If someone is a mike from a particular state, not even of that zone, then he would be called a small mike.

154Tō aisā kaun sā mike taiyār kiyā hai , vah bāpdādā pūchhē̃gē .

191So BapDada will ask what type of mike you have prepared.

155Agar kōī zone vālē last mē̃ nahī̃ bhī ā sakē tō apnī chiṭkī last turn mē̃ likhkar bhējē̃ , āvē̃ tō zone K|kē hēḍas kō nimantraṇ hai .

192If someone from a particular zone is unable to come for the last meeting, you can send a short note. 193If they are able to come, then those from that zone are also invited.

156Agar nahī̃ ā saktē haĩ , na ānē kā kōī aisā kāraṇ hai tō apnī chiṭkī bhēj dēgē tō bhī chalēgā .

194The heads of the zones are invited to come for this. 195If you they are unable to come, then you can send a short note.

157Phir bāpdādā un sabhī mike K|kē saṅgaṭhan kā programme rakhē̃gē , jismē̃ sabhī taraph K|kē mike stage par āyēṅgē . 158Unhō̃ kā viśhēṣh programme rakhē̃gē , aisē nahī̃ ki march mē̃ mike bhī lēkar āvē̃ .

196It will be OK if you just send a short note. 197If there is some reason why they can’t come, BapDada can arrange a programme to take place of such mikes in which all the mikes from all the different places can appear on the stage.

159Mike kō vahā̃ hī rahnē dō , āp ānā .

198There can be a special programme for them.

160Jō mike hai unhō̃ kō tō dhūmdhām sē maṅgāyēṅgē nā .

199Therefore, don’t think that you have to bring them here in March.

161Unhō̃ key|kī svāgat bhī tō achchhī karnī hai nā .

200Leave the mikes there, and you come!

162Tō unhō̃ kā special programme rakhē̃gē aur phir prize dēgē number one , two|to|too , three .

201Those mikes will be invited with great splendour, and a very good welcoming programme can be arranged for them.

163Ṭhīk hai . 164Zone vālō̃ kō spaṣhṭ huā  ?

202We shall have a special programme for them.

165March mē̃ result lānī hai .

203Then the first, second and third prizes will be given.

166Achchhā .

204Is this OK?

167Abhī kyā yād rakhā  ?

205Is this clear for all the different zones?

168Kaun see|sī|C bāt kō underline kiyā  ?

206You have to bring the result in March.

169Bēhad kā vairāgya .

207What have you remembered?

170Abhī ātmāō̃ kō ichchhāō̃ sē bachāō .

208What have you underlined? 209Unlimited disinterest!

171Bichārē bahut duḥkhī haĩ .

210Now, rescue souls from their desires.

172Bahut parēśhān haĩ . 173Tō abhī merciful banō .

211The poor souls are very unhappy and distressed.

174Rahm key|kī lahar bēhad K|kē vairāgya vr̥itti dvārā phailāō .

212Now be merciful, and spread the waves of mercy on them with your attitude of unlimited disinterest.

175Abhī sabhī ū̃chē tē ū̃chē paramdhām mē̃ bāp kē sāth baiṭh sarv ātmāō̃ kō rahm key|kī dr̥iṣhṭi dō . 176Vibration phailāō .

213All of you should now sit with the Father in Paramdham, the highest of all places, and give merciful drishti to all souls.

177Phailā saktē haĩ nā  ?

214Spread those vibrations.

178Tō bas abhī paramdhām mē̃ bāp kē sāth baiṭh jāō .

215You are able to spread them, are you not?

179Vahā̃ sē yah bēhad K|kē rahm kā vāyumaṇḍal phailāō . 180 ( bāpdādā nē drill karāī ) achchhā .

216Now, just come and sit with the Father in Paramdham, and spread the atmosphere of unlimited mercy from there.

181Chārō̃ ōr K|kē sarv ati snēhī bachchō̃ kō , sarv chārō̃ ōr K|kē sādhnā karnē vālē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , bāpdādā kō sārē din mē̃ bahut pyārē-pyārē , mīṭhē-mīṭhē dil K|kē gīt sunānē vālē , rūh-rūhān karnē vālē śhaktiyō̃ K|kē , guṇō̃ K|kē vardān sē jhōlī bharnē vālē , bāpdādā kō sabkē gīt , khuśhī K|kē gīt snēh K|kē gīt , rūhānī naśhē K|kē gīt , mīṭhī-mīṭhī bātē̃ bahut-bahut dil kō lubhānē vālī sunāī dī aur bāpdādā bhī sunnē aur milnē mē̃ lavlīn thē .

217Achcha. 218To all the extremely loving children everywhere; to the elevated souls everywhere who are making spiritual endeavour; to all those who sang very lovely and sweet songs to BapDada throughout the day; to all those who had a heart­to­heart conversation with BapDada and filled their aprons with blessings of all powers and virtues. 219BapDada heard everyone’s songs: songs of happiness, songs of love, songs of spiritual intoxication. 220BapDada heard so many very sweet things from such children that they really touched His heart, that He became totally lost in listening to them whilst celebrating a meeting with them.

182Tō aisē dil K|kē sachchē , dil K|kē āvāz sunānē vālē bachchē mahān haĩ aur sadā mahān rahē̃gē , aisē mīṭhēmīṭhē bachchē sadā bēhad K|kē vairāgya vr̥itti kō apnānē vālē , dr̥iṛh niśhchay buddhi bachchō̃ kō bāpdādā ēk kē badlē padmaguṇā return snēh dē rahē haĩ . 183Dilārām K|kē dil par rahnē vālē sabhī bachchō̃ kō bahut-bahut yādpyār aur namastē .

221Children who relate the truth from their heart, those who have an honest heart are great children, and they will constantly remain great. 222BapDada is giving multimillion­fold love in a return to such sweet children who constantly maintain an attitude of unlimited disinterest and whose intellect has faith filled with determination; to all those children who remain seated on the heart­throne of the Comforter of Hearts, love, remembrance and namaste.

184Jō bāhar bhī sun rahē haĩ unhō̃ kō bhī bābā dēkh rahē haĩ aur bāpdādā dūr nahī̃ dēkhtē haĩ lēkin sabhī taraph K|kē bachchō̃ kō sammukh dēkh yādpyār aur mubārak aur yād saugāt vā yād patrō̃ kā return kar rahē haĩ ki sadā uṛtī kalā mē̃ uṛnē vālē bachchē sadā ābād haĩ , sadā hī ābād rahē̃gē .

223Baba is also seeing those who are listening to Baba from outside. 224BapDada does not see the children as being far away, but He sees them everywhere as thought they are personally in front of Him. 225In return for the gifts and letters of remembrance you have sent, BapDada is giving you love, remembrances, congratulations. 226“Children, may you constantly fly in the flying stage and become prosperous and always remain prosperous!”

185Achchhā .

227Achcha.

186Dādī jī sē 187Āj K|kē din kō smr̥iti divas kahtē haĩ , tō smr̥iti mē̃ kyā rahā  ?

228Speaking to Dadiji:Today is called the day of remembrance, and so what did you remember all day?

188Samarth kā vardān yād rahā  ?

229Did you remember the blessing of power?

189Āpkō tō direct will kar lī nā  ?

230You have been willed this directly.

190Achchhā part bajā rahī hō .

231You are playing a very good part.

191Bāpdādā dēkh rahē haĩ , vr̥iddhi bhī bahut hō rahī hai aur yah vr̥iddhi bhī sēvā kā sabūt hī hai .

232BapDada can see that there has been a lot of expansion, and that this is the proof of the service you have accomplished.

192Tō bachchō̃ key|kī sēvā kō dēkh bāpdādā tō khuśh hōtē haĩ .

233BapDada is very pleased on seeing the service you children have done.

193Bāp gupta hō gayē , abhī sabhī K|kē mukh par kyā hai  ?

234Baba has become incognito, so whose name is now on everyone’s lips?

194Abhī tō sabhī K|kē mukh par sāmnē bachchē hī haĩ .

235It is now you children who are in front of everyone.

195Brahmākumāriyā̃ bahut achchhā kām kar rahī haĩ tō abhī bachchē pratyakṣha huē .

236They are all saying that the Brahma Kumaris are doing very good work. 237So, the children have now been revealed.

196Abhī bāp pratyakṣha hōnā hai .

238Now, the Father has to be revealed.

197Bāp nē pahlē bachchō̃ kō pratyakṣha kiyā .

239The Father first of all revealed you children.

198Abhī bāp pratyakṣha hōṅgē tō phir tō samāpti hō jāyēgī nā .

240Once the Father is revealed, everything can be completed.

199Isliē pahlē bachchē pratyakṣha hō rahē haĩ phir bāp hōṅgē .

241This is why you children are revealed first, and why the Father is revealed afterwards.

200Phir bhī bahut achchhā , sēvā kā umaṅg-utsāh achchhā hai , abhī nirvighna banānē key|kī jyādā lahar phailāō .

242It is very good! 243The zeal and enthusiasm you have for service is very good. 244Now, spread a lot more waves that free souls from obstacles.

201Yah bhī lahar phail jāyēgī tō sahaj hō jāyēgā .

245When these waves are spread, everything will become easy.

202Āj sabhī taraph achchhā vāyumaṇḍal thā ( sabhī snēh mē̃ ḍūbē huē thē ) din kā mahattva hōtā hai .

246Today, there was a lovely atmosphere everywhere. 247(All were merged in love.) 248Particular days have great importance.

203Is din kā bhī mahattva hai .

249This day also has great importance.

204 ( dādī jānkī nē khās yād diyā hai )

250(Dadi Janki sent special love.) 251Achcha. 252* * * O MS H A N T I * * *