शुक्रवार 3 मार्च 2000 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 103-03-2000 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 03-03-2000 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Janmadin key|kī viśhēṣh gift - śhubh bhāv aur prēm bhāv kō emerge kar - krōdh mahāśhatru par vijayī banō

1THE SPECIAL GIFT FOR THE BIRTHDAY IS THAT YOU EMERGE PURE FEELINGS AND FEELINGS OF LOVE AND BECOME VICTORIOUS OVER THE GREAT ENEMY OF ANGER.

3Āj bāpdādā apnē janm K|kē sāthiyō̃ kō , sāth-sāth sēvā K|kē sāthiyō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ .

2Today, BapDada is pleased to see His birthday companions as well as His service companions.

4Āj āp sabhī kō bhī bāpdādā K|kē alaukik janm , sāth mē̃ janm sāthiyō̃ K|kē janm-divas key|kī khuśhī hai , kyō̃  ?

3Today, all of you are enjoying the happiness of BapDada’s alokik birthday together with the happiness of the birthday of His birth companions.

5Aisā nyārā aur ati pyārā alaukik janm aur kisī kā bhī hō nahī̃ saktā .

4Why? 5No one else can have such a unique and extremely lovely alokik birthday.

6Aisā kabhī bhī nahī̃ sunā hōgā ki bāp kā janma-din bhī vahī aur bachchō̃ kā bhī janm-divas vahī .

6You would never have heard that the birthday of the father is the same as the birthday of the children.

7Yah nyārā aur pyārā alaukik hīrē tulya janm āj āp manā rahē hō .

7Today, you are are all celebrating this unique and lovely alokik birthday that is as valuable as a diamond.

8Sāth-sāth sabhī kō yah bhī nyārā aur pyārā-pan smr̥iti mē̃ hai ki yah alaukik janm aisā vichitr hai jō svayã bhagvān bāp bachchō̃ kā manā rahē haĩ .

8As well as this all of you are aware of the uniqueness and loveliness of this alokik birthday, which is so unique that God Himself is celebrating the birthday of the children.

9Param ātmā bachchō̃ kā , śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā janm-divas manā rahē haĩ .

9The Supreme Soul is celebrating the birthday of the children, the elevated souls.

10Duniyā mē̃ kahnē mātra kaī lōg kahtē haĩ ki hamkō paidā karnē vālā bhagvān hai , param-ātmā hai .

10Just for the sake of it, many people in the world say that the One who created them is God, the Supreme Soul.

11Parantu na jāntē haĩ , na usī smr̥iti mē̃ chaltē haĩ .

11But, neither do they know nor do they live in that consciousness.

12Āp sabhī anubhav sē kahtē hō - ham paramātm-vãśī haĩ , brahmā-vãśī haĩ .

12All of you speak from experience that you belong to God’s clan and you belong to Brahma’s clan.

13Param ātmā hamārā janm-divas manātē haĩ . 14Ham paramātmā kā janm-divas manātē haĩ .

13The Supreme Soul celebrates your birthday and you celebrate God’s birthday.

15Āj sab taraph sē yahā̃ pahuchē haĩ kisliē  ?

14You have arrived here from everywhere today for what?

16Mubārak dēnē aur mubārak lēnē kē liē .

15In order to give greetings and to receive greetings.

17Tō bāpdādā viśhēṣh apnē janm sāthiyō̃ kō mubārak dē rahē haĩ .

16Therefore, BapDada is especially congratulating His birthday companions.

18Sēvā K|kē sāthiyō̃ kō bhī mubārak dē rahē haĩ .

17He is also congratulating His service companions.

19Mubārak K|kē sāth-sāth param-prēm K|kē mōtī , hīrō̃ , javāharō̃ dvārā varṣhā kar rahē haĩ .

18Together with congratulating you, BapDada is also showering you with pearls of Supreme love, diamonds and ornaments.

20Prēm K|kē mōtī dēkhē haĩ nā .

19You have seen pearls of love haven’t you?

21Prēm K|kē mōtiyō̃ kō jāntē hō nā  ?

20Do you know what pearls of love are? 21Do you know them?

22Phūlō̃ key|kī varṣhā , sōnē key|kī varṣhā tō sab kartē haĩ , lēkin bāpdādā āp sabhī par param-prēm , alaukik-snēh K|kē mōtiyō̃ key|kī varṣhā kar rahē haĩ . 23Ēk guṇā nahī̃ , padma-padma-padma guṇā dil sē mubārak dē rahē haĩ .

22Everyone else showers flowers, showers gold, but BapDada is showering all of you with Supreme love, with pearls of alokik love. 23BapDada is not congratulating you just one­fold, but He is congratulating you multi, multi, multimillion­fold from the heart. 24You are also congratulating from your hearts.

24Āp sab bhī dil sē mubārak dē rahē haĩ , vah bhī bāpdādā kē pās pahũch rahī hai .

25It is also reaching BapDada. 26Therefore, today is a day of celebration and also a day of giving greetings.

25Tō āj manānē kā aur mubārak kā din hai .

27What do you do when you celebrate something? 28A band plays.

26Manānē K|kē samay kyā kartē hō  ? 27Band bajātē hō .

29Therefore, BapDada is listening to the bands, the harmoniums, and the songs of happiness of your minds.

28Tō bāpdādā sabhī bachchō̃ K|kē man K|kē khuśhī key|kī band kahō , bājē , gānē sun rahē haĩ .

30Devotees continue to call out whereas you children merge yourselves in the Father’s love. 31You know how to merge, don’t you?

29Bhakta lōg pukārtē rahtē haĩ aur āp bachchē bāp K|kē pyār mē̃ samā jātē hō .

32This merging is what makes you become equal. 33BapDada cannot separate the children from Himself.

30Samā jānā ātā hai nā  ? 31Yah samā jānā hī samān banātā hai . 32Bāpdādā bachchō̃ kō apnē sē alag nahī̃ kar saktē .

34The children too do not want to be separated, but sometimes they step away a little through the games of Maya. 35BapDada says: I am the Support of you children.

33Bachchē bhī alag hōnē chāhtē nahī̃ haĩ lēkin kabhī-kabhī māyā K|kē khēl-khēl mē̃ thōṛā sā kinārā kar lētē haĩ .

36However, children are mischievous, aren’t they? 37Maya makes them mischievous: You are not really like that, but Maya makes you become that.

34Bāpdādā kahtē haĩ - maĩ tum bachchō̃ kā sahārā hū̃ , lēkin bachchē naṭkhaṭ hōtē haĩ nā .

38She makes you step away from this Support. 39In spite of that, BapDada becomes your Support and brings you closer.

35Māyā naṭkhaṭ banā dētī hai , haĩ nahī̃ , māyā banā dētī hai .

40BapDada is asking all you children: What does each one of you want in your lives?

36Tō sahārā sē kinārā karā lētī hai .

41Foreigners like two things very much.

37Phir bhī bāpdādā sahārā ban samīp lē ātē haĩ .

42It is a favourite word of the foreigners.

38Bāpdādā sabhī bachchō̃ sē pūchhtē haĩ ki har ēk - jīvan mē̃ kyā chāhtā hai  ?

43Tell Baba what those two words are! 44(Companion and company.) 45You like both these words.

39Foreigners dō bātō̃ kō bahut pasand kartē haĩ .

46If you like them, raise one hand! 47Do the people from Bharat like them?

40Double foreigners K|kē favourite dō śhabda kaun sē haĩ  ?

48The Companion is essential, and Company too is essential.

41 ( companion aur company ) yah dōnō̃ pasand haĩ .

49You can neither stay without your Companion nor can you stay without Company.

42Agar pasand haĩ tō ēk hāth uṭhāō .

50Is this right? 51Teachers, is this right?

43Bhārat vālō̃ kō pasand haĩ  ?

52So, whom have all of you found?

44Companion bhī zarūrī hai aur company bhī zarūrī hai .

53Have you found your Companion? 54Say, “Ha ji” or “Na ji”! 55(Ha ji.)

45Company binā bhī nahī̃ rah saktē aur companion binā bhī nahī̃ rah saktē .

56Have you found company? 57(Ha ji) Did you ever find such company or such a Companion throughout the whole cycle?

46Tō āp sabkō kyā milā hai  ?

58Did you find them in the previous cycle?

47Companion milā hai  ? 48Bōlō - hā̃ jī yā nā jī  ?

59He is such a Companion that He never steps away.

49 ( hā̃ jī ) company milī hai  ? 50 ( hā̃ jī ) aisī company aur aisā companion sārē kalp mē̃ milā thā  ?

60No matter how mischievous you become, He still remains your Support. 61He also fulfils all the attainment that your heart desires.

51Kalp pahlē milā thā  ?

62Is there any attainment lacking?

52Aisā companion jō kabhī bhī kinārā nahī̃ kartā , kitnā bhī naṭkhaṭ hō jāō lēkin vah phir bhī sahārā hī bantā hai .

63Is everyone’s heart really saying “yes”or are you simply saying “yes” as a discipline? 64You sing, “We have attained everything we wanted.”

53Aur jō āpkē dil key|kī prāptiyā̃ haĩ , vah sarv prāptiyā̃ pūrṇ kartā hai .

65Or, do you still have to attain it? 66Have you attained it? 67Double Foreigners are sitting in the front.

54Kōī aprāpti hai  ?

68Have you attained it?

55Sabkī dil kahtī hai yā maryādā-pūrvak ` hā̃ ' kahtē hō  ?

69Is there anything more that you still have to attain? 70Or do you still have a few desires left?

56Gātē tō hō - jō pānā thā vah pā liyā , yā pānā hai  ?

71None? 72Have all your desires been fulfilled or do some still remain?

57Pā liyā  ?

73Are there any left?

58Abhī pānē kā kuchh nahī̃ hai yā thōṛī-thōṛī āśhāyē̃ rah gaī haĩ  ?

74Teachers respond, are there any desires left? 75You are speaking on behalf of the double foreigners.

59Sab āśhāyē̃ pūrī hō gaī haĩ yā rah gaī haĩ  ?

76(They are fulfilled.) 77BapDada says that some desires still remain.

60Bāpdādā kahtā hai rah gaī haĩ .

78(The desire to reveal the Father still remains.)

61 ( bāp kō pratyakṣha karnē key|kī āśhā rah gaī hai ) yah tō bāp key|kī āśhā hai ki sabhī bachchō̃ kō mālūm pa æ ḍa jāē ki bāp āyā hai aur kōī rah na jāyē  !

79This is the Father’s desire that all the children should know that the Father has come. 80The Father has come and some children are left out!

62… tō yah bāpdādā key|kī viśhēṣh āśhā hai ki sabhī kō kam sē kam mālūm tō paṛ jāē ki hamārā sadā kā bāp āyā hai .

81This is why it is BapDada’s special desire that everyone should at least come to know that their constant (eternal) Father has come. 82But the children have desires out of love.

63Lēkin bachchō̃ key|kī had key|kī aur āśhāyē̃ pūrī hō gaī haĩ , prēm key|kī āśhāyē̃ haĩ .

83The rest of the limited desires are fulfilled, but their desires out of love still remain.

64Har ēk chāhtā hai - stage par āyē̃ , yah āśhā hai  ?

84Each one of you wants to come onto the stage. 85Do you have this desire?

65 ( ab tō bābā svayã sabkē pās|pass ātē haĩ ) yah bhī āśhā pūrī hō gaī  ?

86(Now, Baba Himself comes to everyone.) 87Has this desire also been fulfilled?

66Santuṣhṭ ātmāyē̃ haĩ , mubārak hō kyōṅki sabhī bachchē samajhdār haĩ .

88You are contented souls. 89Congratulations. 90Because all the children are sensible.

67Samajhtē haĩ ki jaisā samay vaisā svarūp banānā hī hai .

91You understand that according to the time you have to make your form the same.

68Isliē bāpdādā bhī drama K|kē bandhan mē̃ tō hai nā  !

92This is why BapDada too is bound by the bonds of the drama, isn’t He?

69Tō sabhī bachchē her|har samay anusār santuṣhṭ haĩ aur sadā santuṣhṭamaṇi ban chamaktē rahtē haĩ .

93Therefore all of you children are constantly content according to the time, and you constantly continue to sparkle as jewels of contentment.

70Kyō̃  ?

94Why?

71Āp svayã hī kahtē hō - pānā thā vō pā liyā .

95You yourselves say: We have attained everything we wanted.

72Yah brahmā bāp K|kē ādi anubhav K|kē bōl haĩ , tō jō brahmā bāp K|kē bōl vahī sarv brāhmaṇō̃ K|kē bōl .

96These are the words of Brahma Baba’s first experience. 97Therefore, the words of Father Brahma are the words of all the Brahmins.

73Tō bāpdādā sabhī bachchō̃ kō yahī revise karā rahē haĩ ki sadā bāp K|kē company mē̃ rahō .

98Therefore, BapDada is making all of you children revise: Constantly stay in the Company of the Father.

74Bāp nē sarv sambandhō̃ kā anubhav karāyā hai .

99Baba has made you experience all relationships with Him.

75Kahtē bhī hō ki bāp hī sarv sambandhī hai .

100You even say that only the Father is all your relationships.

76Jab sarv sambandhī hai tō jaisā samay vaisē sambandh kō kārya mē̃ kyō̃ nahī̃ lagātē  !

101Since all of your relationships are with Him, why do you not use each relationship according to the time in your tasks?

77Aur yahī sarv sambandh kā samay prati samay anubhav kartē rahō tō companion bhī hōgā , company bhī hōgī .

102And when you constantly continue to experience all relationships that you need from time to time, then you will have the Companion and also the company.

78Aur kōī sāthiyō̃ K|kē taraph man aur buddhi jā nahī̃ saktī .

103Then, your mind and intellect cannot go towards other companions.

79Bāpdādā offer kar rahē haĩ - jab sarv sambandh offer kar rahē haĩ tō sarv sambandhō̃ kā sukh lō|low .

104BapDada is making you this offer. 105Since He is offering you all relationships, enjoy this happiness of all relationships.

80Sambandhō̃ kō kārya mē̃ lagāō .

106Use all these relationships in your tasks.

81Bāpdādā jab dēkhtē haĩ - kōī-kōī bachchē kōī-kōī samay apnē kō akēlā vā thōṛā-sā nīras anubhav kartē haĩ tō bāpdādā kō rahm ātā hai ki aisī śhrēṣhṭh company hōtē , company kō kārya mē̃ kyō̃ nahī̃ lagātē  ?

107When BapDada sees that some children sometimes experience themselves to be alone or a little dry, He feels mercy for them that when there is such elevated Company, then why do you not use this Company in your tasks? 108What do you say then?

82Phir kyā kahtē  ?

109“Why? 110Why?”

83Why-why ( W h y - W h y ) bāpdādā nē kahā ` why ' nahī̃ kahō , jab yah śhabda ātā hai , why negative hai aur positive hai ` fly ' ( F l y ) , tō why-why kabhī nahī̃ karnā , fly yād rakhō .

111BapDada has told you not to say “Why”. 112When this word comes, “Why”, it is a negative word, whereas “fly” is a positive word. 113Therefore, never ask “Why? 114Why?”

84Bāp kō sāth sāthī banāē fly karō tō baṛā mazā āyēgā .

115Instead, remember the word, “fly”. 116Make Baba your Company and Companion and fly.

85Vah company aur companion dōnō̃ rūp sē sārā din kārya mē̃ lāō . 86Aisā companion phir milēgā  ?

117You will enjoy yourself a great deal. 118Use Him in both forms – a Companion and Company in all your tasks throughout the whole day.

87Bāpdādā itnē tak kahtē haĩ - agar āp dimāg sē vā śharīr sē dōnō̃ prakār sē thak bhī jāō tō companion āpkī dōnō̃ prakār sē māliśh karnē kē liē bhī taiyār hai .

119Will you ever find such a Companion again? 120BapDada even says: If you become tired in either form ­ physically or mentally – then your Companion is also ready to massage you in both ways.

88Manōrañjan karānē liē bhī ever ready haĩ .

121He is even ever­ready to entertain you.

89Phir had K|kē manōrañjan key|kī āvaśhyaktā hī nahī̃ paṛēgī .

122Then there is no need for any limited entertainment.

90Aisā use karnā ātā hai vā samajhtē hō baṛē-sē-baṛā bābā hai , teacher hai , satgurū hai …  ?

123Do you know how to use Him in this way? 124Or, do you think, He is the greatest Father, He is a Teacher and He is a Satguru.

91Lēkin sarv sambandh haĩ .

125But, He is all relationships to you.

92Samjhā - double vidēśhiyō̃ nē  ?

126Did the double foreigners understand?

93Achchhā - sabhī birth day manānē āyē hō nā  !

127Achcha, all of you have come to celebrate the birthday, haven’t you?

94Manānā hai nā  !

128You want to celebrate it, do you not?

95Achchhā jab birth day manātē hō , tō jiskā birth day manātē hō uskō gift dētē hō yā nahī̃ dētē hō  ?

129Achcha, whenever you celebrate a birthday, do you give that one a gift? 130Or, do you not give a gift? 131Do you give gifts in the foreign lands?

96 ( dētē haĩ ) tō āj āp sab bāp kā birth day manānē āyē hō .

132Do you give it in Bharat? 133So today, all of you have come to celebrate the Father’s birthday.

97Nām tō śhivrātri hai , tō bāp kā khās manānē āyē hō .

134It is called Shiv Ratri. 135Therefore, you have especially come to celebrate the Father’s birthday.

98Manānē āyē hō nā  ?

136You have come to celebrate it, have you not?

99Tō birth day key|kī āj key|kī gift kyā dī|the  ?

137What gift did you give for the birthday today?

100Yā sirph mōmbattī jalāyēṅgē , cake kāṭē̃gē … yahī manāyēṅgē  ?

138Or, are you just going to light the candles and cut the cake…. 139Is this how you will celebrate?

101Āj kyā gift dī|the  ?

140What gift did you give today?

102Yā kal dēgē  ?

141Or, will you give it tomorrow!

103Chāhē chhōṭī dō , chāhē mōṭī dō , lēkin gift tō dētē haĩ nā  !

142Whether you give a small gift or a large gift, you do give a gift, do you not?

104Tō kyā dī|the  ?

143So what did you give?

105Sōch rahē haĩ .

144You are thinking about this.

106Achchhā dēnī hai  ?

145Achcha, do you want to give a gift?

107Dēnē kē liē taiyār hō  ?

146Are you ready to give the gift?

108Jō bāpdādā kahēgā vah dēgē yā āp apnī ichchhā sē dēgē  ?

147Will you give whatever BapDada asks for, or, will you give whatever you want?

109Kyā karē̃gē  ?

148What will you do?

110Jō bāpdādā kahē̃gē vah dēgē yā apnī ichchhā sē dēgē  ?

149Will you give whatever BapDada asks for, or will you give what you want to give?

111 ( jō bāpdādā kahē̃gē vah dēgē ) dēkhnā , thōṛī himmat rakhnī paṛēgī .

150(We will give whatever BapDada asks for.) 151Be careful! 152You will have to have a little courage.

112Himmat hai  ?

153Do you have courage?

113Madhuban vālē himmat hai  ?

154Do those of you from Madhuban have courage?

114Double foreigners mē̃ himmat hai  ?

155Do the double foreigners have courage?

115Hāth tō bahut achchhā uṭhā rahē haĩ .

156You are very good in raising your hands! 157Achcha.

116Achchhā - śhaktiyō̃ mē̃ , pāṇḍavō̃ mē̃ himmat hai  ?

158Do the Shaktis and Pandavas have courage? 159Do the people from Bharat have courage?

117Bhārat vālō̃ mē̃ himmat hai  ?

160Very good! 161BapDada receives these greetings.

118Bahut achchhā .

162Achcha. 163Should Baba tell you?

119Yahī bāp kō mubārak mil gaī . 120Achchhā - sunāyē̃ .

164You are not going to say that you will have to think about this, are you?

121Yah tō nahī̃ kahē̃gē ki yah tō sōchnā paṛēgā  ? 122Gā-gā nahī̃ karnā .

165Don’t say, “ga, ga”. 166(When “ga” is added to the verb it puts it in the future tense, i.e.

123Ēk bāt bāpdādā nē majority mē̃ dēkhī hai .

167We will think about it, we will see to it some time in the future.)

124Māinôriṭī nahī̃ majority . 125Kyā dēkhā  ?

168BapDada has seen one thing in the majority of you.

126Jab kōī circumstance sāmnē ātā hai tō majority mē̃ ēk , dō , tīn number mē̃ krōdh kā aṅśh , na chāhtē bhī emerge hō jātā hai .

169Not the minority, but the majority! 170What has Baba seen? 171Whenever a circumstance comes in front of them, then the majority has the third number anger. 172There is one, two and three.

127Kōī mē̃ mahān krōdh K|kē rūp mē̃ hōtā , kōī mē̃ jōśh K|kē rūp mē̃ hōtā , kōī mē̃ tīsrā number chiṛchiṛēpan rūp mē̃ hōtā hai .

173The trace of the anger of the third number emerges even though they do not want it to. 174Some have it in the form of great anger, some have anger in the form of force, and some have the third type of anger in the form of irritation.

128Chiṛchiṛāpan samajhtē hō  ?

175Do you understand what irritation is?

129Vah bhī hai krōdh kā hī aṅśh , halkā hai .

176That too is a form of anger. 177It is slightly less.

130Tīsrā number hai nā tō vah halkā hai .

178It is the third type, so it is slightly less.

131Pahlā zōr sē hai , dūsrā ussē thōṛā .

179The first type is very powerful. 180The second type is a little less than that.

132Phir bhāṣhā tō ājkal sabkī royal hō gaī hai .

181Then nowadays, the language that you all use has become very royal!

133Tō royal rūp mē̃ kyā kahtē haĩ  ?

182What do you say in the royal way?

134Bāt hī aisī hai nā , jōśh tō āyēgā hī .

183Because the situation is like that, of course there would be some force!

135Tō āj bāpdādā sabhī sē yah gift lēnē chāhtē haĩ ki - krōdh tō chhōṛō lēkin krōdh kā aṅśh mātra bhī nahī̃ rahē .

184So, today, BapDada wants to accept this from everyone. 185Let alone anger, but there shouldn’t be even the slightest trace of anger.

136Kyō̃  ?

186Why?

137Krōdh mē̃ ākar dis-service kartē haĩ kyōṅki krōdh hōtā hai dō K|kē bīch mē̃ .

187When you become angry you do disservice, because anger always manifests between two people.

138Akēlā nahī̃ hōtā hai , dō K|kē bīch mē̃ hōtā hai tō dikhāī dētā hai .

188It doesn’t manifest when you are on your own. 189It manifests between two people then it is visible.

139Chāhē mansā mē̃ bhī kiskē prati ghr̥iṇā bhāv kā aṅśh bhī hōtā hai tō man mē̃ bhī us ātmā kē prati jōśh zarūr ātā hai .

190Even if there is a slight trace of dislike for someone in the mind, there will definitely be a force towards that soul in the mind.

140Tō bāpdādā kō yah dis-service kā kāraṇ achchhā nahī̃ lagtā hai .

191BapDada doesn’t like this type of disservice.

141Tō krōdh kā bhāv aṅśh mātra bhī utpanna na hō .

192So the slightest trace of any type of anger shouldn’t emerge.

142Jaisē brahmcharya kē ūpar attention dētē hō , aisē hī kām mahāśhatru , krōdh mahāśhatru gāyā huā hai .

193Just as you pay attention to celibacy, in the same way it is remembered that lust is a great enemy and anger too, is a great enemy.

143Śubh-bhāv , prēm-bhāv vah emerge nahī̃ hōtā hai .

194It does not let your pure feelings, feelings of love emerge.

144Phir mood off kar dēgē .

195Then it will turn your mood off.

145Us ātmā sē kinārā kar dēgē .

196You will step away from that soul.

146Sāmnē nahī̃ āyēṅgē , bāt nahī̃ karē̃gē . 147Uskī bātō̃ kō ṭhukrāyēṅgē .

197You neither go in front of that soul, nor do you speak to that soul.

148Āgē baṛhnē nahī̃ dēgē .

198You reject whatever that soul says.

149Yah sab mālūm bāhar vālō̃ kō bhī paṛtā hai phir bhalē kah dētē haĩ , āj iskī tabiyat ṭhīk nahī̃ hai , bākī kuchh nahī̃ hai .

199You do not allow that soul to progress. 200Even those outside are able to see all of this and so then you may say, “Today, that person isn’t feeling very well.

150Tō kyā janm-divas key|kī yah gift dē saktē hō  ?

201It isn’t anything really.” 202So, can you give this birthday gift?

151Jō samajhtē haĩ kōśhiśh karē̃gē , vah hāth uṭhāō .

203Those of you who feel you will try, raise your hand!

152Saugāt dēnē kē liē sōchē̃gē , kōśhiśh karē̃gē vah hāth uṭhāō .

204Those of you who are going to think about giving this gift, they are going to try, raise your hand!

153Sachchī dil par bhī sāhēb rāzī hōtā hai .

205The Lord is also pleased with an honest heart. 206Is there anyone?

154 ( kaī bhāī-bahanē̃ khaṛē huē ) dhīrē-dhīrē uṭh rahē haĩ .

207Stand up! 208Yes, the Lord is truly pleased with an honest heart.

155Sach bōlnē key|kī mubārak hō .

209They will try! 210They are slowly getting up.

156Achchhā jinhōnnē kahā kōśhiśh karē̃gē , ṭhīk hai kōśhiśh bhalē karō lēkin kōśhiśh kē liē kitnā samay chāhiē  ?

211Congratulations for telling the truth! 212Achcha, those of you who have said that you will try, how much time do you need to try?

157Ēk mās chāhiē , 6 mās chāhiē , kitnā chāhiē  ?

213It is good that you will try, and you may do so.

158Chhōṛē̃gē yā chhōṛnē kā lakṣhya hī nahī̃ hai  ?

214But, how long do you want? 215Do you want one month?

159Jinhōnnē kahā kōśhiśh karē̃gē vah phir sē uṭhō .

216Do you want six months? 217How much time do you want?

160Jō samajhtē haĩ ki ham dō tīn mās mē̃ kōśhiśh karkē chhōṛē̃gē vah baiṭh jāō .

218Will you give this up or do you not even have any aim of giving it up? 219Those of you who have said that you will try, stand up again!

161Aur jō samajhtē haĩ 6 mās chāhiē , agar 6 mās pūrā lagē bhī tō cum|kam karnā , is bāt kō chhōṛnā nahī̃ kyōṅki yah bahut zarūrī hai .

220Those who think that they will try for two to three months and then let go of it may sit down. 221Those of you who feel that you need six months, even if it does take you six months, you must reduce it.

162Yah dis-service dikhāī dētī hai . 163Mukh sē nahī̃ bōlō , śhakla bōltī hai .

222Do not stop paying attention to this because this is very essential. 223This disservice is visible.

164Isliē jinhōnnē himmat rakhī hai un sab par bāpdādā gyān , prēm , sukh , śhānti K|kē mōtiyō̃ key|kī varṣhā kar rahē haĩ .

224Even though you may not say anything, it is still visible on your face. 225Therefore, BapDada is showering all of you who have maintained your courage with pearls of knowledge, love, happiness and peace.

165Achchhā .

226Achcha.

166Bāpdādā return saugāt mē̃ yah viśhēṣh sabhī kō vardān dē rahē haĩ - jab bhī galatī|galtī sē bhī , na chāhtē huē bhī kabhī krōdh ā bhī jāē tō sirph dil sē - ` ` mīṭhā bābā ' ' śhabda kahnā , tō bāp key|kī extra madad himmat vālō̃ kō avaśhya miltī rahēgī .

227In return as a gift, BapDada is specially giving all of you this blessing: Whenever, even by mistake against your conscious wish, if anger manifests simply say the words from your heart, “Sweet Baba”. 228So, those who remain courageous will definitely continue to receive extra help from the Father.

167Mīṭhā bābā kahnā , sirph bābā nahī̃ kahnā , ` ` mīṭhā bābā ' ' tō madad milēgī , zarūr milēgī kyōṅki lakṣhya rakhā hai nā .

229Say “Sweet Baba”, not just “Baba” on its own, but “Sweet Baba”. 230So you will receive help. 231You will definitely receive it, because you have kept the aim.

168Tō lakṣhya sē lakṣhaṇ ānē hī haĩ . 169Madhuban vālē hāth uṭhāō .

232By keeping your aim, you will definitely develop the necessary qualifications.

170Achchhā - karnā hī hai nā  !

233You will develop them, will you not?

171 ( hā̃ jī ) mubārak hō . 172Bahut achchhā .

234Those of you from Madhuban, raise your hand!

173Āj khās madhuban vālō̃ kō ṭōlī dēgē .

235Achcha. 236You have to do this, do you not?

174Mēhnat bahut kartē haĩ .

237(Ha ji). 238Congratulations!

175Krōdh kē liē nahī̃ dētē haĩ , mēhnat kē liē dētē haĩ .

239Very good! 240Today, Baba will especially give toli to all of you from Madhuban.

176Sabhī samajhē̃gē hāth uṭhāyā hai , isliē ṭōlī dētē haĩ . 177Mēhnat bahut achchhī kartē haĩ .

241You work very hard. 242They won’t receive toli for becoming free from anger, but for the hard work they do.

178Sabkō sēvā sē santuṣhṭ karnā , yah tō madhuban kā example hai .

243Everyone will think that because they have raised their hands, they will receive toli.

179Isliē āj mukh mīṭhā karāyēṅgē .

244They work very hard.

180Āp sab inhō̃ kā mukh mīṭhā dēkh , mīṭhā mukh kar lēnā , khuśhī hōgī nā .

245Madhuban is an example of making everyone content through the service.

181Yah bhī ēk brāhmaṇ parivār kā culture hai .

246Therefore, today, Baba will sweeten their mouth.

182Ājkal āp lōg ` culture of|off peace|pīs ' kā programme banā rahē hō nā .

247All the rest of you can sweeten your mouth on seeing their mouths sweetened.

183Tō yah bhī first number kā culture hai - ` ` brāhmaṇ kul key|kī sabhyatā ' ' .

248You will be very happy, won’t you? 249All of you are making a programme, “The Culture of Peace”.

184Bāpdādā nē dēkhā hai , yah dādī jab saugāt dētī hai nā , usmē̃ ēk bōrī kā thailā hōtā hai .

250This too is one of the cultures of the Brahmin family. 251The manners of the Brahmin clan is the foremost culture.

185Usmē̃ likhat hōtī hai - ` ` cum|kam bōlō , dhīrē bōlō , mīṭhā bōlō ' ' .

252BapDada has seen that when Dadis give gifts, they have a cloth bag on which it is written: Speak less, speak softly and speak sweetly!

186Tō āj bāpdādā yah saugāt dē rahē haĩ , bōrī vālā thailā nahī̃ dētē , vardān mē̃ yah śhabda dētē haĩ .

253Therefore, today, BapDada is giving you this gift. 254He is not giving you the cloth bag, but He is giving it in the form of a blessing, as a gift.

187Har ēk brāhmaṇ K|kē chēhrē aur chalan mē̃ brāhmaṇ culture pratyakṣha hō .

255The Brahmin culture should be revealed on the face and in the behaviour of every Brahmin.

188Programme tō banāyēṅgē , bhāṣhaṇ bhī karē̃gē lēkin pahlē sva mē̃ yah sabhyatā āvaśhyak hai .

256You will hold those programmes and give lectures, but first it is necessary to have these manners in the self.

189Har ēk brāhmaṇ muskarātā huā har ēk sē samparka mē̃ āyē .

257Each Brahmin should come into contact with others whilst smiling.

190Kōī sē kaisā , kōī sē kaisā nahī̃ . 191Kiskō dēkhkar apnā culture nahī̃ chhōṛō .

258It should not be one type of behaviour with one person and another type with someone else.

192Bītī bātē̃ bhūl jāō . 193Nayē saṅskār sabhyatā K|kē jīvan mē̃ dikhāō .

259Do not let go of your culture when you see others. 260Forget the things of the past!

194Abhī dikhānā hai , ṭhīk hai nā  !

261Show your new sanskars of manners in your life.

195 ( sabhī nē kahā - hā̃ jī )

262You have to show them now. 263Is this all right?

196Yah bahut achchhā hai , double foreigners majority ` hā̃ jī ' karnē mē̃ bahut achchhē haĩ .

264Is this OK with you foreign teachers and you teachers from India? 265Is this OK with double foreigners?

197Achchhā hai - bhāratvāsiyō̃ key|kī tō ēk maryādā hī hai - ` ` hā̃ jī karnā .

266It is very good that the majority of double foreigners are very good in saying, “Ha ji”. 267This is good.

198' ' sirph māyā kō ` nā jī ' karō , bas aur ātmāō̃ kō hā̃ jī , hā̃ jī karō .

268Because for the Bharatwasis to say “Ha ji” is one of their codes of conduct. 269Just say, “Na ji” to Maya, that’s all!

199Māyā kō nā-jī , nā-jī karō .

270Say “Ha ji, Ha ji” to souls, and “Na ji, na ji” to Maya.

200Achchhā .

271Achcha.

201Sabhī nē janm divas manā liyā  ?

272Did all of you celebrate the birthday?

202Manāyā , gift dē dī , gift lē lī .

273Did you celebrate it and give a gift? 274Have you accepted the gift?

203Achchhā - āpkē sāth-sāth aur bhī jagah-jagah par sabhāyē̃ lagī huī haĩ .

275Achcha. 276Together with all of you, there are many other gatherings at different places.

204Kahā̃ chhōṭī sabhāyē̃ haĩ , kahā̃ baṛī sabhāyē̃ haĩ , sabhī sun rahē haĩ , dēkh rahē haĩ .

277At some places, there are small gatherings and at other places, there are large gatherings.

205Unhō̃ kō bhī bāpdādā yahī kahtē ki āj K|kē din key|kī āp sabnē bhī saugāt dī|the yā nahī̃  ?

278Everyone is listening and watching. 279BapDada asks them also: Did all of you give the gift for today or not?

206Sab kah rahē haĩ , hā̃ jī bābā .

280They are all saying, “Ha ji Baba”. 281They are good!

207Achchhē haĩ , dūr baiṭhē bhī jaisē sāmnē hī sun rahē haĩ kyōṅki science vālē jō itnī mēhnat kartē haĩ , mēhnat tō bahut kartē haĩ nā .

282Even though they are sitting at a distance, it is as though they are sitting in front of Baba. 283The scientists make so much effort. 284They do make a lot of effort, don’t they?

208Tō sabsē jyādā phāydā brāhmaṇō̃ kō hōnā chāhiē nā  !

285So it is the Brahmins who should receive the most benefit, should they not?

209Isliē jab sē saṅgamyug ārambh huā hai tab sē yah science K|kē sādhan bhī baṛhtē jā rahē haĩ .

286This is why, since the confluence age began, the facilities of science also began to increase.

210Satyug mē̃ tō āpkē dēvtā rūp mē̃ yah science sēvā karēgī lēkin saṅgamyug mē̃ bhī science K|kē sādhan āp brāhmaṇō̃ kō mil rahē haĩ aur sēvā mē̃ bhī , pratyakṣhatā karnē mē̃ bhī yah science K|kē sādhan bahut viśhāl rūp sē sahyōgī banē̃gē .

287In the golden age, science will serve you in your deity form. 288However, at the confluence age, you Brahmins receive all the facilities of science. 289And in service too, these inventions of science will become co­ operative in an unlimited way for glorification.

211Isliē science kē nimitt bannē vālē bachchō̃ kō bhī bāpdādā mēhnat key|kī mubārak dētē haĩ .

290This is why, BapDada is also giving congratulations to the children who are instruments for science.

212Bākī bāpdādā nē dēkhā madhuban mē̃ bhī dēśh-vidēśh sē bahut śhōbhnik - śhōbhnik card , patra aur kōī dvārā yādpyār message bhējē haĩ .

291BapDada saw many very very beautiful cards that have come to Madhuban from this land and abroad. 292There are also letters and messages of love and remembrance conveyed through others.

213Bāpdādā unhō̃ kō bhī viśhēṣh yādpyār aur janm divas key|kī padam-padam-padam-padam-padam guṇā mubārak dē rahē haĩ .

293BapDada is giving them special love and remembrance and is also giving them multi­multi­multi­ multi­multi­multimillion­fold congratulations.

214Sab bachchē bāpdādā K|kē nayanō̃ K|kē sāmnē ā rahē haĩ .

294All the children are appearing in front of BapDada’s eyes.

215Āp lōgō̃ nē tō sirph card dēkhē , lēkin bāpdādā bachchō̃ kō bhī nayanō̃ sē dēkh rahē haĩ .

295All of you saw the cards. 296BapDada is also seeing them with the eyes.

216Bahut snēh sē bhējtē haĩ aur usī snēh sē bāpdādā nē svīkār kiyā hai .

297They send them all with a lot of love. 298BapDada accepts them all with that same love.

217Kaīyō̃ nē apnī avasthāyē̃ bhī likhī haĩ tō bāpdādā kahtē haĩ - uṛō aur uṛāō .

299Many have also written about their stage. 300Therefore, BapDada says: Fly and make others fly!

218Uṛnē sē sab bātē̃ nīchē rah jāyēṅgī aur āp sadā ū̃chē tē ū̃chē bāp kē sāth ū̃chē rahē̃gē .

301By flying, everything will be left down below and you can remain high above with the highest­on­high Father.

219Second mē̃ stop aur stock śhaktiyō̃ kā , guṇō̃ kā emerge karō .

302Stop in a second and emerge your stock of powers and virtues.

220Achchhā .

303Achcha.

221Chārō̃ ōr K|kē sarv śhrēṣhṭh brāhmaṇ ātmāyē̃ , sadā bāp K|kē company mē̃ rahnē vālē , bāp kō companion banānē vālē snēhī ātmāyē̃ , sadā bāp K|kē guṇō̃ K|kē sāgar mē̃ samānē vālē samān bāpdādā key|kī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , sadā second mē̃ bindī lagānē vālē master sindhu svarūp ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur bahut-bahut mubārak hō , mubārak hō , mubārak hō .

304To all the elevated Brahmin souls everywhere; to those who constantly stay in the Father’s company; to the loving souls who make Baba their Companion; to those who constantly remain merged in the ocean of the Father’s virtues; and who are equal, BapDada’s elevated souls, to the master ocean (sindhu) souls who constantly put a full­stop (bindu) within a second, love, remembrance and many, many congratulations, congratulations, congratulations from BapDada.

222Namastē tō bāpdādā her|har samay , her|har bachchē kō kartē haĩ , āj bhī namastē .

305BapDada says namaste to each child all the time, and today too, namaste.

223Education wing - education vālē hāth uṭhāō .

306Education Wing: Those from the education group, raise your hand!

224Education vālē apnī śhrēṣhṭh education samay prati samay pratyakṣha kar rahē haĩ aur kartē rahnā kyōṅki aisī education jō mānav kō aisā śhrēṣhṭh banāvē jō ēk janm nahī̃ lēkin anēk janm kē liē ātmā kō kōī aprāpti nahī̃ rahē .

307Those of you from the education wing are revealing your elevated education from time to time. 308You have to continue to do this because this education is such that it makes human beings so elevated that those souls lack nothing, not just for one birth, but for many births.

225Ājkal kī education , educate tō banā dētī lēkin sarv jīvan key|kī prāptiyā̃ ēk janm kē liē bhī nahī̃ karā saktī .

309Today’s education makes them educated, but it cannot make them attain all the attainments of life for even one birth.

226Kōī bhī student kō yah guarantee nahī̃ ki paṛhāī kē bād bhaviṣhya kyā  !

310No student has the guarantee of a future after being educated.

227Lēkin āp unhō̃ kō spaṣhṭ kar saktē hō ki is education sē kyā guarantee hai , prāptiyō̃ key|kī .

311However, you can clearly tell them what guarantee there is of attainments you have through this education.

228Ēk janm key|kī nahī̃ lēkin janm-janm kē liē .

312This is not just for one birth, but for many births!

229Isliē students kō umaṅg aur himmat key|kī bātē̃ batākar is education K|kē mahattva kō spaṣhṭ karō .

313This is why, explain to students things of hope and courage and clarify the importance of this education to them.

230Vartamān kyā miltā hai aur bhaviṣhya kyā miltā hai - dōnō̃ hī spaṣhṭ kar saktē haĩ aur kitnī saral education hai .

314You can clarify to them, what they will receive in the present, and what they will receive in the future. 315It is such an easy education!

231Cum|kam kharchā bālānaśhīn key|kī education hai .

316This is an education where there is less expense and greater glorification.

232Aisē himmat aur khuśhī key|kī bātē̃ batāō .

317Tell them such things of courage and happiness.

233Samjhā .

318Do you understand?

234Achchhā .

319Achcha.

235Youth wing - youth wing vālē hāth uṭhāō .

320Youth Wing:Those of you from the Youth group, raise your hand!

236Āp lōg tō gīt gātē hō ki youth key|kī kyā-kyā zimmēvārī hai .

321All of you sing songs of the responsibilities of youth.

237Gīt banā huā hai nā  !

322A song has been composed, hasn’t it?

238Youth kā viśhēṣh viśhva-parivartan mē̃ viśhēṣh part hai kyōṅki almighty government aur āj key|kī government dōnō̃ kō youth mē̃ bahut ummīdē̃ haĩ .

323Youth have a special part in world transformation because both the Almighty Government and the government of today have many hopes in youth.

239Isliē youth parivartan kā stambh ban saktē haĩ .

324This is why the youth can become pillars of transformation.

240Bahut karkē youth jab kōī kārya kartē haĩ tō maśāl āgē lēkar ārambh kartē haĩ .

325Generally, when the youth perform a task, they light a torch and commence it.

241Tō āp brāhmaṇ youth apnē chalan aur chēhrē mē̃ aisā maśāl dikhāō jō sabkī nazar na chāhtē bhī āpkē ūpar hī āvē . 242Abhī jahā̃-jahā̃ bhī youth nē sēvā kī hai , vahā̃ K|kē sahyōgī vā samparka vālē group kō ikaṭṭhē karō .

326Therefore, you Brahmins, the youth, should show such a flame in your face and behaviour that everyone’s vision is drawn only towards you even against their conscious wish. 327Now wherever the youth have served, bring together the co­ operative and contact groups.

243Pahlē ēk-ēk śhahar mē̃ karō , phir zone mē̃ karō .

328First do this in every city and then in every zone.

244Phir aisā group ābū mē̃ lānā .

329Then bring such groups to Abu.

245Tō sēvā kā pratyakṣha svarūp saṅgaṭhan mē̃ dikhāī dē .

330Then the practical form of service is seen in the gathering.

246Samjhā .

331Do you understand?

247Achchhā .

332Achcha.

248Pañjāb K|kē sēvādhārī - achchhā hai yah sēvā kā chance , bēhad key|kī kārōbār sikhātā hai .

333Punjab Sevadhari Group:It is good. 334This chance to serve teaches unlimited administration.

249Satyug mē̃ rājdhānī sambhālē̃gē tō sambhālnē kā abhyās tō yahā̃ hī ḍālnā hai nā .

335In the golden age, you will look after the kingdom. 336Therefore, the practice of looking after it is established here, isn’t it?

250Tō har ēk zone kō yah achchhā chance miltā hai . 251Brāhmaṇō̃ kō sēvā sē santuṣhṭ karnē kā aur santuṣhṭatā sē duāyē̃ jamā karnē kā .

337Therefore, each zone receives a very good chance to make Brahmins content through service and through that contentment, to accumulate blessings.

252Tō anubhav kiyā pañjāb vālō̃ nē  ?

338So, did those from Punjab experience this?

253Sambhālnē kā anubhav hōtā jātā hai nā  ! 254Bēhad kā sambhālnā .

339The experience of looking after everything in an unlimited way is being accumulated isn’t it?

255Centre par tō had kā hō jātā hai nā .

340At your centres, everything is limited.

256Bēhad kā rājya sambhālnā hai , uskē saṅskār bhartē jātē haĩ .

341You have to look after the unlimited kingdom. 342The sanskars for that continue to be created.

257Sēvā K|kē sāth-sāth rājya chalānē key|kī training bhī miltī rahtī hai .

343Together with service, you also continue to receive the training to look after a kingdom.

258Samīp bhī ātē haĩ .

344You also come close.

259Sēvā sē samīpatā svataḥ hī ātī hai .

345Through service closeness comes automatically.

260Tō bahut achchhā kiyā aur sadā hī achchhē tē achchhā hōnā hī hai .

346So you did very well. 347And the best of all always happens!

261Ṭhīk hai nā - pañjāb vālē .

348Those from Punjab are OK, aren’t they?

262Teachers hāth uṭhāō .

349Teachers, raise your hand!

263Achchhā lagā nā .

350Did you like it?

264Pañjāb K|kē sēvādhārī hāth uṭhāō .

351Sevadharis of Punjab, raise your hand!

265Sēvādhārī mātāyē̃ hāth uṭhāō .

352Sevadhari mothers, raise your hand!

266Bahut achchhā .

353Very good! 354Achcha.

267Double vidēśhī - āj key|kī sabhā mē̃ double vidēśhiyō̃ kā group bhī baṛā hai aur sāmnē bhī baiṭhē haĩ .

355Double Foreigners:It is a very large group of double foreigners in today’s gathering and, you are also sitting in front of Baba. 356Double foreigners.

268Nām hī double vidēśhī hai .

357The name itself is double foreigners!

269Tō apnā ōrijinal vidēśh , tō double vidēśhī nām sunnē sē hī yād ātā .

358Therefore, you remember your original foreign land as soon as you hear the name “double foreigners”.

270Jab aur bhī kōī āp sabhī kō double vidēśhī kahtē haĩ tō unhō̃ kō bhī yād ātā aur āp sabkō tō hai hī .

359When others call all of you “double foreigners” they too remember this, and all of you remember it anyway.

271Double vidēśhiyō̃ kō bāpdādā sadā majority kō himmat mē̃ aur sāph dil mē̃ āgē rakhtē haĩ .

360BapDada constantly puts the majority of double foreigners ahead for their courage and their clean and honest heart.

272Kuchh bhī hō jātā lēkin himmat rakh āgē baṛh rahē haĩ aur baṛhtē rahē̃gē .

361No matter what happens, you remain courageous and move forward and you will continue to move forward.

273Bāpdādā kō sabsē samīp ratna vahī lagtā hai jismē̃ saphāī aur sachchāī hai .

362For BapDada the closest jewels are only those who have a clean and honest heart.

274Dil sāph aur sachchī hai tō vah bachchē chāhē kitnā bhī dūr hō̃ lēkin vah sabsē samīp bāpdādā K|kē dil par rahtē haĩ .

363A clean heart and a true heart. 364No matter how far away those children are, but they stay the closest of all in BapDada’s heart.

275Isliē is viśhēṣhtā kō sadā hī sāmnē rakh apnī viśhēṣhtā kō baṛhātē rahnā .

365This is why, constantly keep this speciality in front of you and continue to increase your speciality.

276Yah samīp ānē kā bahut sahaj sādhan hai .

366This is a very easy method to come close.

277Vaisē tō sabhī kē liē hai , bhāratvāsiyō̃ kē liē bhī hai .

367It applies to everyone, it is also for the residents of Bharat.

278Lēkin double vidēśhiyō̃ mē̃ majority mē̃ yah viśhēṣhtā hai , ab isī viśhēṣhtā kō apnē mē̃ bhī baṛhāō aur baṛhātē-baṛhātē samīp ātē-ātē samān ban hī jānā hai .

368However, the majority of double foreigners have this speciality. 369Now, increase this speciality within yourself as well, and whilst continuing to increase it and coming closer, you will definitely become equal.

279Ṭhīk hai nā  !

370Is this OK?

280Bāpdādā sadā amr̥itvēlē vardānō̃ key|kī jhōlī lē chārō̃ taraph chakkar lagātē haĩ .

371Teachers, at amrit vela, BapDada always carries the apron of blessings and tours everywhere.

281Achchhā .

372Achcha.

282Double vidēśhī bachchō̃ kō viśhēṣh himmat mē̃ āgē baṛhnē key|kī aur janma-din key|kī double mubārak . 283 ( bāpdādā nē apnē hastō̃ sē jhaṇḍā laharāyā , 64 vī̃ śhivjayanti nimitt 64 mōmbattī jalāī tathā sabhī bachchō̃ kō śhiv jayantī key|kī badhāīyā̃ dī|the )

373Congratulations to the double foreigners especially for moving forward with courage and also for your birthday. 374BapDada hoisted the flag, lit candles and gave greetings to all the children for Shiv Jayanti.

284Sabhī nē apnī birth day bhī manāī , jhaṇḍā bhī laharāyā .

375All of you celebrated your own birthday and also hoisted the flag.

285Abhī har ēk ātmā K|kē dil mē̃ yah jhaṇḍā laharānā .

376Now, hoist this flag in each soul’s heart.

286Āp sabkē dilō̃ mē̃ tō bāp kā jhaṇḍā laharātā rahtā hai , abhī viśhva kahē - ` ` mērā bābā ' ' , yah āvāz , jaisē nagāṛā bajtā hai tō buland āvāz sē bajtā hai .

377The flag of the Father is constantly flying in the hearts of all of you children. 378Everyone in the world should now say, “My Baba”.

287Aisē hī - ` ` mērā bābā ' ' yah nagāṛā zōr-śōr sē bajē .

379In this way let the drums of “My Baba” beat loudly and with great force.

288Yahī sabhī bachchō̃ K|kē dil key|kī āśh hai .

380This is the heart’s desire of all the children.

289Hōnā hī hai .

381This has to happen.

290Anēk bār huā hai , ab phir sē repeat hōnā hī hai .

382This has happened many times before, and it will definitely repeat again.

291Us din sabhī milkar kaun sā gīt gāyēṅgē  ?

383What song will all of you sing together on that day?

292- vāh bābā vāh  !

384Wah Baba, wah!

293Aur vāh drama vāh  !

385And, Wah drama, wah!

294Sabkē dil mē̃ bābā , bābā aur bābā hī hōgā .

386There will be “Baba, Baba and only Baba” in everyone’s heart.

295Dikhāī dē rahā hai nā - vah din  !

387You can see that day, can’t you?

296Dikhāī dētā hai  ?

388Can you see it?

297Vah din āyā ki āyā .

389That day is almost here.

298Sabhī kō mubārak tō mil gaī hai .

390All of you have received the greetings.

299Āp sabkō mubārak hai hī aur sarv kō is divas V|we mubārak dilānī hai .

391All of you have congratulations anyway. 392You also have to give everyone else greetings for this day.

300Avataraṇ-divas , janm-divas , parivartan-divas , pratyakṣatā-divas ānā hī hai .

393The day of the incarnation, the birthday, the day of transformation and the day of revelation will definitely come.

301Achchhā .

394Achcha.

302Sabkō āj K|kē divas key|kī golden night , diamond night .

395Golden night and diamond night to all of you on this day. 396Achcha.

303Achchhā - ōmśhānti .

397* * * O MS H A N T I * * *