शुक्रवार 18 जनवरी 2002 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 118-01-2002 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 18-01-2002 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Snēh key|kī śhakti dvārā samarth banō , sarv ātmāō̃ kō sukh-śhānti key|kī añchalī dō
1Become powerful through the power of love. 2Give all souls a drop of love to all souls.
3Āj samarth bāp apnē smr̥iti svarūp , samarth svarūp bachchō̃ sē milnē kē liē āyē haĩ .
3Today, the Powerful Father has come to meet His children who are embodiments of remembrance and embodiments of power.
4Āj viśhēṣh chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ mē̃ snēh key|kī lahar laharā rahī hai .
4Today, there are waves of love in all the children everywhere.
5Viśhēṣh brahmā bāp K|kē snēh key|kī yādō̃ mē̃ samāyē huē haĩ .
5All are especially merged in memories of Father Brahma's love.
6Yah snēh her|har bachchē K|kē is jīvan kā vardān hai .
6For every child, this love is a blessing in life.
7Paramātma snēh nē hī āp sabkō naī jīvan dī hai .
7God's love has given all of you a new life.
8Har ēk bachchē kō snēh key|kī śhakti nē hī bāp kā banāyā .
8It is the power of love that has made every child belong to the Father.
9Yah snēh key|kī śhakti sab sahaj kar dētī hai .
9This power of love makes everything easy.
10Jab snēh mē̃ samā jātē hō tō kōī bhī paristhiti sahaj anubhav kartē hō .
10When you become merged in love, you experience any difficult situation to be very easy.
11Bāpdādā bhī kahtē haĩ ki sadā snēh K|kē sāgar mē̃ samāyē rahō .
11BapDada also always tells you to remain merged in the Ocean of Love.
12Snēh chhatrachhāyā hai , jis chhatrachhāyā K|kē andar kōī māyā key|kī parchhāī bhī nahī̃ paṛ saktī .
12Love is the canopy of protection under which no shadow of Maya can exist.
13Sahaj māyājīt ban jātē hō .
13You easily become conquerors of Maya.
14Jō nirantar snēh mē̃ rahtā hai uskō kisī bhī bāt key|kī mēhnat nahī̃ karnī paṛtī hai .
14Those who remain constantly loving don't have to labour over anything.
15Snēh sahaj bāp samān banā dētā hai .
15Love easily makes you equal to the Father.
16Snēh kē pīchhē kuchh bhī samārpit karnā sahaj hōtā hai .
16It is easy to surrender anything out of love.
17Tō āj bhī amr̥itvēlē sē har ēk bachchē nē snēh key|kī mālā bāp kō ḍālī aur bāp nē bhī snēhī bachchō̃ kō snēh key|kī mālā ḍālī .
17So, today, from amrit vela, every child put a garland of love around the Father's neck, and the Father too garlanded the loving children with a garland of love.
18Jaisē is viśhēṣh smr̥iti divas mē̃ arthāt snēh K|kē din mē̃ snēh mē̃ samāyē rahē aisē hī sadā samāyē rahō , tō mēhnat kā purūṣhārth karnā nahī̃ paṛēgā .
18Just as on this special day of remembrance, that is, on the day of love, you remained merged in love, similarly constantly remain merged in love all the time. 19Then, you won't have to make labourious effort.
19Ēk hai snēh K|kē sāgar mē̃ samānā aur dūsrā hai snēh K|kē sāgar mē̃ thōṛē samay kē liē ḍubkī lagānā .
20One is to merge in the Ocean of Love and the other is to take a dip in the Ocean of Love for a short time.
20Tō kaī bachchē samāyē huē nahī̃ rahtē haĩ , jaldī sē bāhar nikal ātē haĩ .
21Some children don't remain merged, but quickly come out. 22This is why something easy becomes difficult.
21Isliē sahaj muśhkil hō jātā hai .
23Do you know how to merge yourself?
22Tō samānā ātā hai ?
24Do you know how to merge?
23Samānē mē̃ hī mazā hai .
25There is pleasure in merging oneself.
24Brahmā bāp nē sadā bāp kā snēh dil mē̃ samāyā , iskā yādgār kalkattā mē̃ dikhāyā hai .
26Father Brahma constantly merged the Father's love in his heart and the memorial of this is shown in Calcutta.
25Ab bāpdādā sabhī bachchō̃ sē yahī chāhtē haĩ ki bāp K|kē pyār kā sabūt samān bannē kā dikhāō .
27Now, BapDada wants every child to give the proof of love for the Father by becoming equal. 28Constantly remain powerful in your thoughts.
26Sadā saṅkalp mē̃ samarth hō , ab vyarth K|kē samāpti samārōh manāō kyōṅki vyarth samarth bannē nahī̃ dēgē aur jab tak āp 49 nimitt banē huē bachchē sadā samarth nahī̃ banē haĩ tō viśhva key|kī ātmāō̃ kō samarthī kaisē dilāyēṅgē !
29Now, celebrate the completion ceremony of waste, because anything wasteful doesn't allow you to become powerful. 30And, for as long as you instruments haven't become constantly powerful, how would you enable souls of the world to receive power?
27Sarv ātmāyē̃ śhaktiyō̃ sē bilkul khālī hō , śhaktiyō̃ key|kī bhikhārī ban chukī haĩ .
31All souls are totally empty of powers. 32They have become beggars of the powers.
28Aisē bhikhārī ātmāō̃ kō hē samarth ātmāyē̃ , is bhikhārīpan sē mukt karō .
33O powerful souls, liberate those beggar souls from begging!
29Ātmāyē̃ āp samarth ātmāō̃ kō pukār rahī haĩ - hē muktidātā K|kē bachchē master muktidātā , hamē̃ mukti dō . 30Kyā yah āvāj āpkē kānō̃ mē̃ nahī̃ paṛtā ?
34Souls are calling out to you powerful souls: O children of the Bestower of Liberation, master bestowers of liberation, liberate us!
31Sunnē nahī̃ ātā ?
35Can you not hear this sound?
32Ab tak apnē kō hī mukt karnē mē̃ busy haĩ kyā ?
36Do you not know how to hear it? 37Are you still busy in liberating yourself?
33Viśhva key|kī ātmāō̃ kō bēhad svarūp sē master muktidātā bannē sē svayã key|kī chhōṭī-chhōṭī bātō̃ sē svataḥ hī mukt hō jāyēṅgē .
38By becoming a master bestower of liberation with your unlimited form, you will easily be liberated from your trivial matters.
34Ab samay hai ki ātmāō̃ key|kī pukār sunō .
39Now listen to the call of time! 40Listen to the call of souls!
35Pukār sunnē ātī hai yā nahī̃ ātī hai ?
41Can you hear their call or not?
36Parēśhān ātmāō̃ kō sukh-śhānti key|kī añchalī dō .
42Give distressed souls a drop of peace and happiness.
37Yahī hai brahmā bāp kō follow karnā .
43This is following Father Brahma.
38Āj viśhēṣh brahmā bāp kō yād jyādā kiyā nā !
44Today, you especially remembered Father Brahma a lot more, did you not?
39Brahmā bāp nē bhī sabhī bachchō̃ kō smr̥iti aur samarthī svarūp sē yād kiyā .
45Father Brahma remembered all the children in their form of remembrance and power.
40Kaī bachchō̃ nē brahmā bāp sē rūharūhān kartē mīṭhā-mīṭhā ulahnā bhī diyā ki āp itnā jaldī kyō̃ chalē gayē ?
46Many children, whilst having a conversation with Father Brahma, made sweet complaints to him, asking him why he went away so quickly.
41Aur dūsrā ulahnā diyā ki ham sab bachchō̃ sē chhuṭṭī lēkar kyō̃ nahī̃ gayē ?
47The other complaint was why Baba didn't take leave from all of you children before going away.
42Tō brahmā bāp nē bōlā ki mainnē bhī śhiv bāp sē pūchhā ki hamē̃ achānak kyō̃ bulā liyā ? 43Tō bāp nē bōlā - agar āpkō kahtē ki chhuṭṭī lēkē āō tō kyā āp bachchō̃ kō chhōṛ saktē thē , yā bachchē āpkō chhōṛ saktē thē ?
48Father Brahma replied: I too asked Father Shiva why He called me suddenly. 49The Father replied: If I had told you to come after taking leave from the children, would you have been able to leave the children? 50Or, would the children have been able to let you go?
44Āp arjun kā tō yahī yādgār hai ki ant mē̃ naṣhṭōmōhā smr̥iti svarūp hī rahē haĩ .
51The memorial of you as Arjuna is that, at the end, you were the conqueror of attachment and the embodiment of remembrance.
45Tō brahmā bāp muskarāyē aur bōlē ki yah tō kamāl thī jō bachchō̃ nē bhī nahī̃ samjhā ki jā rahē haĩ aur brahmā nē bhī nahī̃ samjhā jā rahā hū̃ .
52So Father Brahma smiled and said: It was a wonder that the children didn't understand that I was going, and even Brahma didn't understand that he was going.
46Sāmnē hōtē bhī dōnō̃ taraph chup rahē kyōṅki samay pramāṇ son shows father kā part drama key|kī nūndh thī , iskō kahtē haĩ vāh drama vāh !
53Whilst being face to face, both sides remained silent because, according to the time, the part of the son showing the Father was fixed in the drama. 54This is called, "Wah, drama, wah!"
47Sēvā kā parivartan nūndhā huā thā .
55Drama is wonderful! 56The change in service was fixed.
48Brahmā bāp kō bachchō̃ kā backbone bannā thā .
57Father Brahma was to become the backbone of the children.
49Tō avyakt rūp mē̃ fast sēvā kā part bajānā hī thā .
58He had to play the part of fast service through the avyakt form.
50Viśhēṣh āj double vidēśhiyō̃ nē bahut mīṭhē-mīṭhē ulahanē diyē haĩ .
59Today, the double foreigners have especially made very sweet complaints.
51Ḍabalap foreigners nē ulahanē diyē ?
60Have you double foreigners complained?
52Double foreigners nē brahmā bāp kō bōlā tīn sāl āp rūk jātē tō ham dēkh tō lētē .
61The double foreigners told Father Brahma: If you had waited another two to three years, we too would have seen you.
53Tō brahmā bāp nē hansī mē̃ bōlā , hansī kī - tō drama sē bāt karō , drama nē aisā kyō̃ kiyā ?
62So Brahma Baba smiled and jokingly said: So, speak to the drama and ask the drama why it did that!
54Lēkin yah last sō fast kā example bannā hī thā - chāhē bhārat mē̃ , chāhē vidēśh mē̃ .
63However, this example of those coming last and going fast had to be created, in Bharat and also abroad.
55Isliē abhī last sō fast kā pratyakṣha sabūt dikhāō .
64Therefore, now show the practical proof of coming last and going fast.
56Jaisē āj samarth divas manāyā , aisē hī ab her|har din samarth divas hō .
65Just as today, you celebrated the day of power, in the same way, let every day be a day of power.
57Kisī bhī prakār key|kī halchal na hō .
66Let there be no type of upheaval.
58Jō brahmā bāp nē āj K|kē din tīn śhabdō̃ mē̃ śhikṣhā dī|the , ( nirākārī , nirvikārī aur niranhakārī ) in tīn śhabdō̃ K|kē śhikṣhā svarūp banō .
67On this day, Father Brahma gave the teachings in three words. (incorporeal, viceless and egoless). 68Become an embodiment of the teachings of these three words.
59Mansā mē̃ nirākārī , vāchā mē̃ nirahaṅkārī , karmaṇā mē̃ nirvikārī .
69Be incorporeal in your thoughts, egoless in your words and viceless in your actions.
60Second mē̃ sākār svarūp mē̃ āō , second mē̃ nirākārī svarūp mē̃ sthit hō jāō .
70In a second, come into the corporeal form, and in a second, remain stable in the incorporeal stage.
61Yah abhyās sārē din mē̃ bār-bār karō .
71Repeatedly practise this throughout the day.
62Aisē nahī̃ sirph yād mē̃ baiṭhnē K|kē time nirākārī stage mē̃ sthit rahō lēkin bīch-bīch mē̃ samay nikāl is dēhbhān sē nyārē nirākārī ātmā svarūp mē̃ sthit hōnē kā abhyās karō .
72Let it not be that you remain stable in the incorporeal stage only when you sit down for remembrance, but every now and then, make time to practise becoming detached from the consciousness of the body and remain stable in the form of the incorporeal soul.
63Kōī bhī kārya karō , kārya kartē bhī yah abhyās karō ki maĩ nirākār ātmā is sākār karmēndriyō̃ K|kē ādhār sē karma karā rahī hū̃ .
73Whatever task you are performing, whilst doing that, practise: I, the incorporeal soul, am making these physical senses work. 74The incorporeal stage is the stage of being karavanhar (one who makes the senses work).
64Nirākārī sthiti karāvanhār sthiti hai . 65Karmēndriyā̃ karanhār haĩ , ātmā karāvanhār hai .
75The physical senses are karanhar (the one who does) and the soul is karavanhar (one who makes others do).
66Tō nirākārī ātma sthiti sē nirākārī bāp svataḥ hī yād ātā hai .
76With the stage of the incorporeal soul, you automatically remember the incorporeal Father.
67Jaisē bāp karāvanhār hai aisē maĩ ātmā bhī karāvanhār hū̃ .
77Just as the Father is the One who works through others, in the same way, I, the soul, also work through the senses.
68Isliē karma K|kē bandhan mē̃ bandhēṅgē nahī̃ , nyārē rahē̃gē kyōṅki karma K|kē bandhan mē̃ phansnē sē hī samasyāyē̃ ātī haĩ .
78Therefore, you won't be tied in any bondage of karma, you will remain detached, because it is when you become trapped in the bondage of karma that there are problems.
69Sārē din mē̃ check karō - karāvanhār ātmā ban karma karā rahī hū̃ ?
79Throughout the day, check: Do I, the soul, perform actions as karavanhar?
70Achchhā !
80Achcha.
71Abhī mukti dilānē key|kī machinery tīvr karō .
81Now make the machinery to give liberation work fast. 82Achcha.
72Achchhā - is bārī jō is kalp mē̃ is bār āyē haĩ , vah hāth uṭhāō .
83All those who have come here for the first time in this cycle, raise your hands!
73Tō nayē-nayē ānē vālē bachchō̃ kō bāpdādā viśhēṣh yād-pyār dē rahē haĩ ki samay par bāp kō pahchān bāp sē varsē K|kē adhikārī ban gayē haĩ .
84BapDada is giving special love and remembrance to all the new children who have come because you have recognised the Father in time and have claimed a right to your inheritance.
74Sadā apnē is bhāgya kō yād rakhnā ki hamnē bāp kō pahchān liyā .
85Constantly remember your fortune of having recognised the Father.
75Achchhā - double foreigners hāth uṭhāō .
86Achcha, double foreigners, raise your hands!
76Bahut achchhā .
87Very good.
77Double foreigners kō bāpdādā kahtē haĩ ki brahmā K|kē saṅkalp key|kī paidāis haĩ .
88BapDada says that the double foreigners are the creation of Brahma's thoughts.
78Ēk haĩ direct mukh dvārā vaṅśhāvalī aur dūsrē haĩ saṅkalp dvārā vaṅśhāvalī .
89One is the direct progeny through the mouth and the other is the progeny through thoughts.
79Tō saṅkalp śhakti baṛī 51 mahān hōtī hai .
90So, the power of thought is very great.
80Jaisē saṅkalp śhakti fast hai , aisē hī āpkī rachnā double foreigners fast purūṣhārth aur fast prālabdh anubhav karnē vālē haĩ isliē sārē brāhmaṇ parivār mē̃ double foreigners double sikīladhē hō .
91Therefore, just as your creation, the power of thought, is fast, in the same way, double foreigners are those who make fast effort and experience a reward fast. 92This is why double foreigners are the doubly long-lost and now-found beloved children in the whole family.
81Bhārat K|kē bhāī - bahanē̃ āpkō dēkh karkē khuśh hōtē haĩ , vāh double foreigners vāh !
93The brothers and sisters of Bharat become happy when they see you. 94Wah, double foreigners, wah!
82Double foreigners kō khuśhī hōtī hai nā ?
95Do you double foreigners have this happiness? 96Do you have a lot of happiness?
83Kitnī khuśhī hai ?
97How much happiness do you have?
84Bahut hai ?
98Is it a lot?
85Kōī aisī chīz hī nahī̃ hai jissē tulnā kar sakē̃ .
99In fact, nothing exists with which you could compare it.
86Double foreign mē̃ bhī sun rahē haĩ , dēkh bhī rahē haĩ .
100They are listening and watching this abroad. 101It is good.
87Achchhā hai , yah science K|kē sādhan āpkō bēhad key|kī sēvā karnē mē̃ bahut sāth dēgē aur sahaj sēvā karāyēṅgē .
102These facilities of science will help you a great deal in doing unlimited service and they will enable you to serve easily.
88Āpkī sthāpanā K|kē connection sē hī yah science key|kī bhī tīvragati huī hai .
103The fast progress of science also has a connection with your task of establishment.
89Achchhā - sabhī pāṇḍav samarth haĩ nā ?
104Achcha. 105Are all the Pandavas powerful?
90Kamzōr tō nahī̃ , sab samarth haĩ ?
106You are not weak. 107Are all of you powerful?
91Aur śhaktiyā̃ , samān bāp ?
108And, are the Shaktis equal to the Father?
92Śhakti sēnā hō .
109You are the Shakti Army.
93Śhaktiyō̃ key|kī śhakti māyājīt banānē vālī hai .
110The power of the Shaktis makes you the conquerors of Maya.
94Achchhā .
111Achcha.
95Āj viśhēṣh śr̥ṅgār karnē vālē bhī āyē haĩ ( kalkattā K|kē bhāī-bahanē̃ fool|phūl lēkar āyē haĩ , sab jagah phūlō̃ sē bahut achchhā śr̥ṅgār kiyā hai ) yah bhī snēh key|kī niśhānī hai .
112Today, those who put up the special decoration have also come. 113(Those from Calcutta who brought a truck full of fresh flowers to decorate The Tower of Peace and all other various places.
96Achchhā hai apnā snēh kā sabūt diyā .
114They decorated it beautifully.) 115This is also a sign of love.
97Achchhā . 98Teachers hāth uṭhāō .
116It is good that you gave proof of your love.
99Her|har group mē̃ teachers bahut ātī haĩ .
117Achcha, teachers, raise your hands! 118Many teachers come in every group.
100Teachers kō chance achchhā mil jātā hai .
119The teachers receive a very good chance.
101Sēvā kā pratyakṣha phal mil jātā hai .
120You receive instant, visible fruit of service.
102Achchhā hai abhī apnē features dvārā sabhī kō future kā sākṣhātkār karāō .
121It is good. 122Now, give everyone a vision of the future through your features.
103Sunā , kyā karnā hai ?
123Did you hear what you have to do?
104Achchhā .
124Achcha.
105Madhuban vālē hāth uṭhāō - bahut achchhā .
125Those from Madhuban, raise your hands! 126Very good.
106Madhuban vālō̃ kō chance bahut miltē haĩ .
127Those from Madhuban also receive many chances.
107Isīliē bāpdādā kahtē haĩ madhuban vālē haĩ rūhānī chancellors .
128This is why BapDada says that those from Madhuban are spiritual chancellors. 129You are this, are you not?
108Chancellor hō nā ?
130Are you chancellors?
109Sēvā karnī paṛēgī .
131You will have to do service.
110Phir bhī sabkō madhuban nivāsī rāzī tō kar lētē haĩ nā !
132Nevertheless, you residents of Madhuban are able to make everyone happy, are you not?
111Isīliē bāpdādā madhuban vālō̃ kō kabhī bhūltē nahī̃ haĩ .
133This is why BapDada never forgets those from Madhuban.
112Madhuban nivāsiyō̃ kō khās yād kartē haĩ .
134He especially remembers those from Madhuban.
113Madhuban vālō̃ kō kyō̃ yād kartē haĩ ?
135Why does He remember those from Madhuban?
114Kyōṅki madhuban vālē bāp K|kē pyār mē̃ majority pās|pass haĩ .
136Because the majority of you residents of Madhuban have passed in the subject of loving the Father.
115Majority , bāp sē pyār aṭūṭ hai .
137The majority. 138You have unbroken love for the Father.
116Cum|kam nahī̃ haĩ madhuban vālē , bahut achchhē haĩ .
139Those from Madhuban are no less. 140You are very good.
117Indore zone K|kē sēvādhārī āyē haĩ - Indore zone vālē hāth uṭhāō .
141Servers from Indore zone: Those from the Indore zone, raise your hands!
118Bahut haĩ , achchhā hai .
142There are many of you. 143It is good.
119Sēvā karnā arthāt samīp ānē kā phal khānā .
144To do service means to eat the fruit of coming close.
120Sēvā kā chance lēnā arthāt puṇya jamā karnā . 121Duāyē̃ jamā karnā .
145To take the chance of service means to accumulate in your account of charitable actions and to accumulate blessings.
122Tō sabhī sēvādhāriyō̃ nē apnā puṇya kā khātā jamā kiyā .
146So, all of you servers have accumulated in your account of charitable actions.
123Yah duāyē̃ vā puṇya extra lift kā kām kartī haĩ .
147These blessings and charitable acts work like an extra lift. 148Achcha.
124Achchhā - dēśh vā vidēśh jō dūr baiṭhē bhī samīp haĩ , sabhī bachchō̃ kō bāpdādā snēh K|kē divas K|kē return mē̃ padamguṇā snēh kā yād-pyār dē rahē haĩ .
149Those from this land and abroad, who are close even though they are sitting far away, in return for the day of love, BapDada is giving all of you children multimillion-fold love and remembrance.
125Bāpdādā dēkhtē haĩ ki kahā̃ kyā bajtā hai , kahā̃ kyā time hōtā hai lēkin jāgtī jyōti athak ban sun rahē haĩ aur khuśh hō rahē haĩ . 126Bāpdādā bachchō̃ key|kī khuśhī dēkh rahē haĩ .
150BapDada sees what time it is in every place - what time it is in one place and what time it is in another place, but you ignited souls stay up all night, remain tireless and are very happy listening to Baba.
127Bōlō , sabhī khuśhī mē̃ nāch rahē hō nā ?
151BapDada is seeing the happiness of the children.
128Sabhī kāndh hilā rahē haĩ , hā̃ bābā .
152Tell Me, all of you are dancing in happiness, are you not?
129Janak bachchī bhī bahut mīṭhā-mīṭhā muskarā rahī hai .
153All of you are nodding, "Yes Baba!" 154Daughter Janak is also smiling very sweetly.
130Vaisē tō sab bāp kō yād haĩ lēkin kitnō̃ kā nām lē̃ .
155In fact, the Father remembers everyone, but how many children's names can He mention?
131Anēk bachchē haĩ isliē bāpdādā kahtē haĩ har ēk bachchā apnē nām sē personal yād-pyār svīkār kar rahē haĩ aur kartē rahnā .
156There are many children and this is why BapDada says: Every child is accepting personal love and remembrance by name and will continue to do so.
132Achchhā - abhī ēk second mē̃ nirākārī sthiti mē̃ sthit hō jāō .
157Achcha. 158Now, become stable in the incorporeal stage in a second.
133 ( bāpdādā nē drill karāī )
159Achcha. 160(Baba conducted drill.)
134Living values key|kī training chal rahī hai : achchhā sēvā kā sādhan hai .
161(The training for Living Values is going on.) 162It is a good method for service.
135Living value karātē-karātē apnī lovely living kā abhyās baṛhātē rahnā .
163Whilst conducting the Living Values programmes, continue to increase the practice of your lovely living. 164Achcha.
136Achchhā - bāpdādā āj ēk bāt Gulzār bachchī kō kah rahē thē , viśhēṣh mubārak dē rahē thē ki brahmā tan key|kī sēvā jaisā is rath nē bhī 33 varṣh pūrē kiyē .
165Today, BapDada was saying something to daughter Gulzar. 166He was giving special congratulations because this chariot has also completed 33 years of service just like the service done through the body of Brahma.
137Yah bhī drama mē̃ part hai .
167This is also a part in the drama.
138Bāp key|kī madad aur bachchī key|kī himmat , dōnō̃ milkar part bajātē haĩ .
168The Father's help and the child's courage are together playing their part. 169Achcha.
139Achchhā - sarv sadā snēh K|kē sāgar mē̃ samāyē huē , sadā lav|love mē̃ līn rahnē vālē , sadā karāvanhār ātmā svarūp mē̃ sthit rahnē vālē , sadā tīn śhabdō̃ K|kē śhiv-mantra kō pratyakṣha jīvan mē̃ lānē vālē , sadā bāp K|kē samān master muktidātā ban viśhva key|kī ātmāō̃ kō mukti dilānē vālē aisē sarv śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē .
170To all the children who are constantly merged in the Ocean of Love; to those who remain constantly absorbed in love; to those who remain constantly stable in the stage of being the soul who makes the senses work; to those who put the Shiva mantra of the three words into their life; to those who become master bestowers of liberation equal to the Father and enable souls of the world to receive liberation; to all such elevated souls, BapDada's love, remembrance and namaste. 171BapDada speaking to Dadiji:
140Dādī jī sē 141Āj K|kē din bāp nē bachchō̃ kō viśhēṣh viśhva K|kē sāmnē pratyakṣha kiyā . 142Bāp karāvanhār banē aur bachchō̃ kō karanhār banāyā .
172Today, the Father especially revealed the children in front of the world. 173The Father became Karavanhar (One works through others) and made the children karanhar (one who does the work).
143Achchhā hai , yah snēh key|kī lahar sabhī kō samā dētī hai .
174It is good, this wave of love makes everyone become merged. 175Achcha.
144Achchhā - śharīr kō chalānē key|kī vidhi ā gaī hai nā !
176You have now learnt the way to make your body work, have you not?
145Chalātē-chalātē bāp samān avyakt ban jāyēṅgī .
177Whilst making it work, you will become avyakt, equal to the Father.
146Sahaj purūṣhārth hai - duāyē̃ .
178The easy effort is blessings.
147Sārē din mē̃ kōī bhī nārāz nahī̃ hō , duāyē̃ milē̃ - yah hai first class purūṣhārth .
179Throughout the day, let no one become upset. 180To receive blessings is the first-class effort.
148Sahaj bhī hai , first bhī hai .
181It is easy and it is also first..
149Ṭhīk hai nā !
182Is this all right?
150Śharīr kaisē bhī hō lēkin ātmā tō śhaktiśhālī hai nā !
183No matter what the body is like, the soul is powerful, is it not?
151Tō jō āp sabhī bachchō̃ nē 14 varṣh tapasyā key|kī , vah tapasyā kā bal sēvā karā rahā hai .
184All of you children did tapasya for 14 years and it is the power of that tapasya that is enabling service to take place.
152Abhī tō āpkē bahut sāthī ban gayē haĩ .
185Now you have many companions.
153Achchhē-achchhē sēvā K|kē sāthī haĩ .
186You have very good service companions.
154Bas āpkō dēkhkar khuśh hōtē haĩ , yahī bahut hai .
187They are very happy just on seeing you. 188This in itself is a lot.
155Ṭhīk hai .
189Is this OK?
156 ( variṣhṭh baṛē bhāiyō̃ sē ) - ḍrāmānusār jō sēvā K|kē plan bantē haĩ , vah achchhē ban rahē haĩ aur har ēk sadā saṅgaṭhan mē̃ snēh vā duāyē̃ lēnē kē liē bālak sō mālik kā pāṭh pakkā kar ēk dō kō āgē baṛhātē huē , ēk dō K|kē vichārō̃ kō bhī sammān dētē huē āgē baṛhtē haĩ tō saphaltā hī saphaltā hai .
190Speaking to the senior brothers: 191According to the drama, the plans for service that are being made are good. 192And, in order to receive constant love and blessings from the gathering, each one is making the lesson of being a child and master firm and making one another move forward, and by giving regard to each others' ideas, is moving forward. 193Therefore, so there is nothing but success and only success.
157Saphaltā tō hōnī hī hai .
194There has to be success.
158Lēkin abhī jō nimitt ātmāyē̃ haĩ unhō̃ kō viśhēṣh snēh K|kē sambandh mē̃ lānā ; yah sabkē purūṣhārth kō tīvr banānā hai .
195However, now bring the souls who are instruments into a loving relationship. 196Let everyone's effort become intense.
159Snēh , niḥsvārth snēh , jahā̃ niḥsvārth snēh hai vah sammān dēgē bhī aur lē̃gē bhī .
197Let there be love, selfless love. 198Where there is selfless love, they will give regard and also receive regard.
160Vartamān samay snēh key|kī mālā mē̃ sabkō pirōnā , yahī viśhēṣh ātmāō̃ kā kārya hai aur issē hī , snēh saṅskārō̃ kō parivartan bhī karā saktā hai .
199At the present time, for everyone to become threaded in the rosary of love is the work of special souls, for it is this love that enables sanskars to be transformed.
161Gyān har ēk kē pās hai lēkin snēh kaisē bhī saṅskār vālē kō samīp lā saktā hai .
200Everyone has knowledge, but love enables someone to come close, no matter what type of sanskars he has.
162Sirph snēh K|kē dō śhabda sadā kē liē unkē jīvan kā sahārā ban saktā hai .
201Just a few words of love can become a support of life for him.
163Niḥsvārth snēh jald sē jald mālā taiyār kar dēgā .
202Selfless love will create a garland very quickly. 203What did Father Brahma do?
164Brahmā bāp nē kyā kiyā ?
204He made you belong to him with love.
165Snēh sē apnā banāyā .
205So, today, there is a need for this.
166Tō āj iskī āvaśhyaktā hai .
206It is like this, is it not?
167Hai nā aisē ! 168 ( sōnīpat kē liē meeting hō rahī hai , vahā̃ anubhūti karānē kē liē sādhanō̃ kā upyōg kaisē karē̃ ) vah tō plan banā rahē haĩ , har ēk K|kē saṅkalp , vichārō̃ kō jō viśhēṣh majority svīkār karē̃ , vah banāō .
207(Meetings are taking place for Sonipat (Delhi) and discussions are taking place on how to use the facilities to give an experience.) 208You are making those plans. 209Do that according to the thoughts and ideas that are accepted by the majority.
169Anubhūti tab karā sakē̃gē jab anubhūti svarūp banē̃gē .
210Only when you become an embodiment of experience can you give an experience. 211Achcha.
170Achchhā .
212* * * O M S H A N T I * * *