रविवार 15 दिसंबर 2002 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 115-12-02 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 15-12-2002 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2“ samay pramāṇ lakṣhya aur lakṣhaṇ key|kī samāntā dvārā bāp samān banō ”

1According to the time, make the qualifications equal to the aim by becoming equal to the Father.

3Āj chārō̃ ōr K|kē sarv svamāndhārī bachchō̃ kō dēkh hārṣit hō rahē haĩ .

2Today, BapDada is pleased to see the children, from all four directions, who are all in their stage of self-respect.

4Is saṅgam par jō āp bachchō̃ kō svamān miltā hai ussē baṛā svamān sārē kalp mē̃ kisī bhī ātmā kō prāpt nahī̃ hō saktā hai .

3No greater self-respect can be received by any soul throughout the whole cycle than the self-respect that you children receive at this confluence age.

5Kitnā baṛā svamān hai , iskō jāntē hō  ?

4This self-respect is so great. 5Are you aware of this?

6Svamān kā naśhā kitnā baṛā hai , yah smr̥iti mē̃ rahtā hai  ?

6The intoxication of self-respect is so great! 7Does this remain in your awareness?

7Svamān key|kī mālā bahut baṛī hai .

8The rosary of self-respect is very long.

8Ēk ēk dānā gintē jāō aur svamān K|kē naśhē mē̃ lavlīn hō jāō .

9Continue to count each bead and remain lost in love of the intoxication of self-respect.

9Yah svamān arthāt titles svayã bāpdādā dvārā milē haĩ .

10You have received this self-respect, or titles from BapDada Himself.

10Paramātmā dvārā svamān prāpt hai .

11You have attained self-respect from God.

11Isliē is svamān K|kē rūhānī naśhē kō kōī authority nahī̃ jō hilā sakē kyōṅki almighty authority dvārā prāpti hai .

12Therefore, there is no authority that can shake your spiritual intoxication of self-respect because you have attained it from the Almighty Authority.

12Tō bāpdādā nē āj amr̥itvēlē sārē viśhva K|kē sarv bachchō̃ K|kē taraph chakkar lagātē dēkhā ki har ēk bachchē key|kī smr̥iti mē̃ kitnē svamānō̃ key|kī mālā paṛī huī hai .

13So today, at amrit vela, BapDada toured the whole world to see all the children and saw how many rosaries of self-respect each of you children has in your awareness.

13Mālā kō dhāraṇ karnā arthāt smr̥iti dvārā usī sthiti mē̃ sthit rahnā .

14To wear the rosary means to remain stable in that stage through your awareness.

14Tō apnē kō check karō - yah smr̥iti key|kī sthiti kahā̃ tak rahtī hai  ?

15Therefore, check yourself to see to what extent you have the stage of this awareness.

15Bāpdādā dēkh rahē thē ki svamān kā niśhchay aur uskā rūhānī naśhā dōnō̃ kā balance kitnā rahtā hai  ?

16BapDada was seeing to what extent you have the balance of faith in self-respect and its spiritual intoxication.

16Niśhchay hai - knowledgeful bannā aur rūhānī naśhā hai - powerful bannā .

17Faith is to be knowledge-full and spiritual intoxication is to be powerful.

17Tō knowledgeful mē̃ bhī dō prakār dēkhē - ēk hainôlējaphul .

18So, Baba saw two types of knowledge-full.

18Dūsrē haĩ knowledgeable ( gyān svarūp ) tō apnē sē pūchhō – maĩ kaun  ?

19One is knowledge-full and the other is knowledgeable (embodiment of knowledge).

19Bāpdādā jāntē haĩ ki bachchō̃ kā lakṣhya bahut ūñchā hai .

20So, ask yourself: Who am I? 21BapDada knows that the aim of the children is very elevated.

20Lakṣhya ūñchā hai nā , kyā ūñchā hai  ?

22Your aim is elevated, is it not? 23What is elevated?

21Sabhī kahtē haĩ bāp samān banē̃gē .

24All of you say that you will become equal to the Father.

22Tō jaisē bāp ūñchē tē ūñchā hai tō bāp samān bannē kā lakṣhya kitnā ūñchā hai  !

25So, just as the Father is the Highest on High, so the aim of becoming equal to the Father is so elevated.

23Tō lakṣhya kō dēkh bāpdādā bahut khuśh hōtē haĩ lēkin … lēkin batāyē̃ kyā  ?

26Therefore, BapDada is very happy to see your aim but, but... 27Should Baba tell you "but what"?

24Lēkin kyā … vah teachers vā double foreigners sunē̃gē  ?

28"But what", the teachers, should say. 29Double foreigners, will you listen to the "but what"?

25Samajh tō gayē hōṅgē .

30You must have understood.

26Bāpdādā lakṣhya aur lakṣhaṇ samān chāhtē haĩ .

31BapDada wants to see you equal in your aim and its qualifications.

27Abhī apnē sē pūchhō ki lakṣhya aur lakṣhaṇ arthāt practical sthiti samān hai  ?

32Now, ask yourself: Is your aim equal to its qualifications, that is, to the practical stage?

28Kyōṅki lakṣhya aur lakṣhaṇ kā samān hōnā - yahī bāp samān bannā hai .

33Because, for your aim and its qualifications to be equal is to become equal to the Father.

29Samay pramāṇ is samāntā kō samīp lāō .

34According to the time, bring this equality close.

30Vartamān samay bāpdādā bachchō̃ key|kī ēk bāt dēkh nahī̃ saktē .

35At present, BapDada cannot bear to see one thing in the children.

31Kaī bachchē bhinn-bhinn prakār key|kī bāp samān bannē key|kī mēhnat kartē haĩ , bāp key|kī mōhabbat kē āgē mēhnat karnē key|kī āvaśhyaktā hī nahī̃ hai , jahā̃ mōhabbat hai vahā̃ mēhnat nahī̃ .

36Many children make many different types of effort to become equal to the Father - there is no need to make effort in front of the love of the Father. 37Where there is love, there is no effort.

32Jab ulṭā naśhā dēh-abhimān kā nature ban gaī , natural ban gayā .

38The wrong intoxication of body consciousness has become your nature, so it has become natural.

33Kyā dēh-abhimān mē̃ ānē mē̃ purūṣhārth karnā paṛtā  ?

39Do you need to make effort to come into body consciousness?

34Yā 63 janm purūṣhārth kiyā  ?

40Or, did you make effort for that for 63 births?

35Nature ban gaī , natural ban gayā .

41It became your nature, it became natural.

36Jō abhī bhī kabhī-kabhī hī kahtē hō ki dēhī kē bajāē dēh mē̃ ā jātē haĩ .

42So, even now, you sometimes say, that instead of being soul conscious, you become body conscious.

37Tō jaisē dēh-abhimān , nature aur natural rahā vaisē abhī dēhī-abhimānī sthiti bhī natural aur nature hō , nature badalnā muśhkil hōtī hai .

43So, just as body consciousness has become your nature and natural, in the same way, now let the stage of soul consciousness become natural and your nature. 44It is difficult to change nature.

38Abhī bhī kabhī-kabhī kahtē hō nā ki mērā bhāv nahī̃ hai , nature hai .

45Even now, you say - you sometimes say that that was not your intention, but it is your nature.

39Tō us nature kō natural banāyā hai aur bāp samān nature kō natural nahī̃ banā saktē  !

46So you have made that nature natural, and you cannot make the nature of becoming equal to the Father natural!

40Ulṭī nature K|kē vaśh hō jātē haĩ aur yathārth nature bāp samān bannē key|kī , ismē̃ mēhnat kyō̃  ?

47You are controlled by the wrong nature. 48Why is it hard work to have the right nature of being equal to the Father?

41Tō bāpdādā abhī sabhī bachchō̃ key|kī dēhī-abhimānī rahnē key|kī natural nature dēkhnē chāhtē haĩ .

49Therefore, BapDada now wants to see all the children who have the natural nature of being soul conscious.

42Brahmā bāp kō dēkhā chaltē-phirtē kōī bhī kārya kartē dēhī-abhimānī sthiti natural nature thī .

50You saw Father Brahma: while walking, moving or performing any task, the stage of soul consciousness was his natural nature.

43Bāpdādā nē samāchār sunā ki ājkal viśhēṣh dādiyā̃ yah rūharūhān kartī haĩ - phariśhtā avasthā , karmātīt avasthā , bāp samān avasthā natural kaisē banē̃  ?

51BapDada heard the news that, nowadays, the Dadis especially have this heart-to-heart conversation: how to make the angelic stage, the karmateet stage and the stage of being equal to the Father your natural nature. 52It should become your nature.

44Nature ban jāē , yah rūharūhān kartē hō nā  !

53You have this heart-to-heart conversation, do you not? 54Do you talk about this?

45Dādī kō bhī yahī bār-bār ātā hai nā - phariśhtā ban jāē̃ , karmātīt ban jāē̃ , bāp pratyakṣha hō jāē .

55This is what Dadiji thinks about again and again, is it not? 56That you should become an angel, you should become karmateet, so that the Father is revealed.

46Tō phariśhtā bannā vā nirākārī karmātīt avasthā bannē kā viśhēṣh sādhan hai - nirahaṅkārī bannā .

57So, the special method to become an angel or to create the incorporeal karmateet stage is to become egoless.

47Niranhakārī hī nirākārī ban saktā hai .

58Only one who is egoless can become incorporeal.

48Isliē bāp nē brahmā dvārā last mantra nirākārī kē sāth nirahaṅkārī kahā .

59This is why the last mantra that the Father gave through Brahma was: Together with being incorporeal, be egoless.

49Sirph apnī dēh yā dūsrē key|kī dēh mē̃ phansnā , iskō hī dēh ahaṅkār yā dēh - bhān nahī̃ kahā jātā hai .

60The arrogance of the body and body consciousness is not just being trapped in your body or that of others. 61This alone is not called arrogance of the body or body consciousness.

50Dēh ahaṅkār bhī hai , dēh bhān bhī hai .

62There is arrogance of the body and also body consciousness.

51Apnī dēh yā dūsrē key|kī dēh K|kē bhān mē̃ rahnā , lagāv mē̃ rahnā - usmē̃ tō majority pās|pass haĩ .

63To be aware of your own body and those of others, to have attachment to it, the majority of you have passed in this.

52Jō purūṣhārth key|kī lagan mē̃ rahtē haĩ , sachchē purūṣhārthī haĩ , vah is mōṭē rūp sē parē haĩ .

64Those who have deep love for effort, those who are true effort-makers, are beyond this gross form.

53Lēkin dēh-bhān K|kē sūkṣhma anēk rūp haĩ , iskī list āpas mē̃ nikālnā .

65However, there are many subtle forms of body consciousness. 66Make a list of these amongst yourselves.

54Bāpdādā āj nahī̃ sunātē haĩ .

67BapDada is not going to tell you this today.

55Āj itnā hī iśhārā bahut hai kyōṅki sabhī samajhdār haĩ .

68This much signal is enough for today because all of you are sensible.

56Āp sab jāntē hō nā , agar sabhī sē pūchhē̃gē nā , tō sab bahut hōśhiyārī sē sunāyēṅgē .

69You all know it, do you not? 70If all of you were asked, then all of you would relate all of it with great cleverness.

57Lēkin bāpdādā sirph chhōṭā-sā sahaj purūṣhārth batātē haĩ ki sadā man-vachan-karma , sambandh-sampark mē̃ last mantra tīn śhabdō̃ kā ( nirākārī , nirahaṅkārī , nirvikārī ) sadā yād rakhō .

71However, BapDada is simply telling you a very simple and easy effort. 72Always remember and keep in your thoughts, words, deeds, relationships and connections the last mantra of the three words (incorporeal, egoless and viceless).

58Saṅkalp kartē hō tō check karō - mahāmantra sampann hai  ?

73When you create any thought, check whether it is full of the great mantra.

59Aisē hī bōl , karma sabmē̃ sirph tīn śhabda yād rakhō aur samāntā karō .

74In the same way, keep the three words in your words and actions and let there be equality.

60Yah tō sahaj hai nā  ?

75This is easy, is it not?

61Sārī murlī nahī̃ kahtē haĩ yād karō , tīn śhabda .

76You are not being told to remember the whole murli, but just three words.

62Yah mahāmantra saṅkalp kō bhī śhrēṣhṭh banā dēgā .

77This great mantra will make your thoughts elevated.

63Vāṇī mē̃ nirmāntā lāyēgā . 64Karma mē̃ sēvā bhāv lāyēgā .

78It will put humility into your words and the feeling of serving in your actions.

65Sambandh-sampark mē̃ sadā śhubh bhāvnā , śhrēṣhṭh kāmnā key|kī vr̥itti banāyēgā .

79It will constantly create an attitude of good wishes and elevated feelings in your relationships and connections. 80BapDada hears the service news.

66Bāpdādā sēvā kā samāchār bhī suntē haĩ , sēvā mē̃ ājkal bhinn-bhinn course karātē hō , lēkin abhī ēk course rah gayā hai .

81Nowadays, you give many different courses in service. 82However, now one course still remains. 83That is to give the course of force, that is, to fill souls with the power they need.

67Vah hai her|har ātmā mē̃ jō śhakti chāhiē , vah force kā course karānā .

84It is the course to fill them with power, not the course of telling them with words.

68Śhakti bharnē kā course , vāṇī dvārā sunānē kā course nahī̃ , vāṇī K|kē sāth-sāth śhakti bharnē kā course bhī hō . 69Jissē achchhā-achchhā kahē̃ nahī̃ lēkin achchhā ban jāē̃ .

85Together with the course of words, let there also be the course of filling them with power with which they don't just say that this is good, but they become good themselves.

70Yah varṇan karē̃ ki āj mujhē śhakti key|kī añchalī milī .

86They should say that, today, they received a drop of power.

71Añchalī bhī anubhav hō tō un ātmāō̃ kē liē bahut hai .

87To experience even one drop of this is a great deal for those souls.

72Course karāō lēkin pahlē apnē kō karākē phir kahō .

88Give courses, but first give yourself this course and then tell others.

73Tō sunā bāpdādā kyā chāhtē haĩ  ?

89So, did you hear what BapDada wants?

74Lakṣhya aur lakṣhaṇ kō samān banāō .

90Make your aim and its qualifications equal.

75Lakṣhya sabhī kā dēkhkar bāpdādā bahut-bahut khuśh hōtē haĩ .

91Seeing everyone's aim, BapDada is very, very happy.

76Ab sirph samān banāō , tō bāp samān bahut sahaj ban jāyēṅgē .

92Now simply make them equal and you will very easily become equal to the Father.

77Bāpdādā tō bachchō̃ kō samān sē bhī ūñchā , apnē sē bhī ūñchā dēkhtē haĩ .

93BapDada regards the children as even higher than being equal. 94He regards you as higher than Himself.

78Sadā bāpdādā bachchō̃ kō sir kā tāj kahtē haĩ .

95BapDada always calls the children the crown of His head.

79Tō tāj tō sir sē bhī ūñchā hōtā hai nā  !

96Crowns are higher than the head, are they not?

80Teachers - sir K|kē tāj hō  ?

97Teachers, are you the crowns on the head?

81Teachers sē - dēkhō , kitnī teachers haĩ .

98Teachers, stand up! 99Look, there are so many teachers.

82Ēk group mē̃ itnī teachers tō her|har group mē̃ kitnī teachers hōṅgī  !

100If there are so many teachers in just this one group, how many teachers would there be in each group?

83Teachers nē bāpdādā key|kī ēk āśh pūrī karnē kā saṅkalp kiyā hai lēkin sāmnē nahī̃ lāyā hai .

101Teachers have had a thought of fulfilling one of BapDada's hopes, but you haven't brought that in front of Baba.

84Jāntē hō kaun-sī  ?

102Do you know what that is?

85Ēk tō bāpdādā nē kahā hai ki abhī vārisō̃ key|kī mālā banāō .

103Do you know what that is? 104Firstly, BapDada has told you to create a rosary of heirs.

86Vārisō̃ key|kī mālā , general mālā nahī̃ .

105A rosary of heirs, not a general rosary.

87Dūsrā - sambandh-sampark vālō̃ kō mike banāō .

106Secondly, make those who are in connection and relationship with you into "mikes".

88Āp nahī̃ bhāṣhaṇ karō lēkin vah āpkī taraph sē media ban jāyē̃ .

107Don't you give the lectures, but let them become the media on your behalf.

89Apnī media banāō .

108Create your own media.

90Media kyā kartā hai  ?

109What does the media do?

91Ulṭā yā sulṭā āvāj phailātā hai nā  !

110It spreads the sound - either right or wrong.

92Tō mike aisē taiyār hō̃ jō media samān pratyakṣhatā kā āvāj phailāyē .

111Therefore, prepare such "mikes" who spread the sound of revelation in the same way as the media does. 112You would say: God has come, God has come!

93Āp kahē̃gē bhagvān ā gayā , bhagvān ā gayā … vah tō common samajhtē haĩ lēkin āpkī taraph sē dūsrē kahē̃ , authority vālē kahē̃ , pahlē āp lōgō̃ kō śhaktiyō̃ K|kē rūp mē̃ pratyakṣha karē̃ .

113They consider this to be common. 114However, others should say it on your behalf. 115Those with some authority should say this. 116They should first of all reveal you as the Shaktis.

94Jab śhaktiyā̃ pratyakṣha hōṅgī tab bāp pratyakṣha hōgā .

117When the Shaktis are revealed, the Father will be revealed. 118So, make them the media; prepare the media.

95Tō banāō , media taiyār karō .

119We shall then see. 120Have you done this?

96Dēkhē̃gē . 97Kiyā hai  ?

121Have you prepared this?

98Chalō kaṅgan hī sahī , mālā chhōṛō , taiyār kiyā hai  ?

122OK, leave aside a garland, have you prepared a bracelet? 123Have you prepared it?

99Hāth uṭhāō jisnē aisē taiyār kiyā hai  ?

124Those who have prepared such ones, raise your hands!

100Bāpdādā dēkhē̃gē kaun sē taiyār kiyē haĩ , achchhā himmat tō rakhī hai .

125BapDada will see whom you have prepared. 126OK, you have maintained courage.

101Sunā - teachers kō kyā karnā hai  !

127Did you teachers hear what you have to do?

102Śhivrātri par vāris quality taiyār karō .

128On Shiv Ratri, prepare heir quality. 129Prepare "mikes".

103Mike taiyār karō , tab phir dūsrē varṣh śhivrātri par sabkē mukh sē śhiv bāp ā gayā , yah āvāj nikalē .

130Then, on Shiv Ratri next year, the sound will spread that Father Shiva has come. 131Celebrate Shiv Ratri in this way.

104Aisī śhivrātri manāō .

132You have planned very good programmes.

105Programme tō bahut achchhē banāyē haĩ .

133They have all been sent a programme, have they not?

106Programme sabkō bhējē haĩ nā .

134You have made good programmes.

107Programme tō ṭhīk banāyā hai lēkin her|har programme sē kōī mike taiyār hō , kōī vāris taiyār hō .

135However, in every programme, some "mike" should be created, some heir should be ready. 136Make this effort.

108Yah purūṣhārth karō , bhāṣhaṇ kiyā chalē gayē , aisā nahī̃ .

137You gave lectures and they went away. 138Let it not be like that.

109Yah tō 66 varṣh hō gayē aur 50 varṣh sēvā K|kē bhī manā liē .

139It is now 66 years, and you have also celebrated 50 years of service.

110Abhī śhivrātri key|kī diamond jubilee manāō .

140Now, celebrate the Diamond Jubilee of Shiv Ratri.

111Yah dō prakār key|kī ātmāyē̃ taiyār karō , phir dēkhō nagāṛā bajtā hai yā nahī̃ .

141Prepare these two types of souls, and then see whether the drums are beaten or not.

112Nagāṛē āp thōṛēhī bajāyēṅgē .

142You will not beat the drums.

113Āp tō dēviyā̃ hō sākṣhātkār karāyēṅgī .

143You are goddesses, you will grant visions.

114Nagāṛē bajānē vālē taiyār karō . 115Jō practical gīt gāyē̃ śhiv śhaktiyā̃ ā gaī .

144Prepare those who will beat the drums and who sing the song in a practical way that the Shiv Shaktis have come.

116Sunā - śhivrātri par kyā karē̃gī  !

145Did you hear what you have to do on Shiv Ratri?

117Aisē hī bhāṣhaṇ karkē pūrā nahī̃ karnā .

146Don't end everything by just giving lectures.

118Phir likhē̃gī bābā 500-1000 , lākh ādmī ā gayē , ā tō gayē sandēśh diyā , lēkin vāris kitnē nikalē , mike kitnē nikalē , abhī vah samācāradēnā .

147Then, you would write: Baba, 500,000 people came. 148They came and you gave them the message, but now give Baba the news of how many heirs and how many mikes emerged.

119Jō abhī tak kiyā dharnī banāī , sandēśh diyā , uskō bābā achchhā kahtē haĩ , vah sēvā vyarth nahī̃ gaī hai , samarth huī hai .

149Whatever you have done so far, you prepared the land, you gave the message, and Baba says that was good. 150That service has not gone to waste, it has been powerful.

120Prajā tō banī hai , royal family tō banī hai lēkin rājā rānī bhī tō chāhiē . 121Rājā rānī takht vālē nahī̃ , rājā rānī kē sāth vahā̃ darbār mē̃ bhī rājē samān baiṭhtē haĩ , aisē tō banāō .

151Subjects have been created, the royal family has been created, but kings and queens are also needed - not kings and queens who are on the throne. 152In the court there, together with the king and queen, there will also be those who are equal to the kings.

122Rājya darbār śhōbhā vālī hō jāē .

153Create such ones so that the royal court becomes beautiful.

123Sunā , śhivrātri par kyā karnā hai .

154Did you hear what you have to do on Shiv Ratri?

124Pāṇḍav sun rahē hō .

155Pandavas, are you listening?

125Hāth uṭhāō .

156Raise your hands!

126Dhyān diyā . 127Achchhā .

157Did you pay attention?

128Baṛē-baṛē mahārathī baiṭhē haĩ .

158OK, senior maharathis are sitting here. 159Achcha.

129Bāpdādā khuśh hōtē haĩ , yah bhī dil kā pyār hai , kyōṅki āp sabkā saṅkalp chaltā hai nā , pratyakṣhatā kab hōgī , kab hōgī … tō bāpdādā suntā rahtā hai .

160BapDada is happy. 161This is also love of the heart because all of you have thoughts, do you not, of when revelation will take place, when will revelation take place? 162So, BapDada continues to listen. 163What did those from Madhuban hear?

130Kyā sunā madhuban vālō̃ nē  ?

164Did those from Madhuban hear?

131Madhuban vālō̃ nē sunā .

165Those from Madhuban, raise your hands!

132Madhuban , śhāntivan , gyān sarōvar vālē , sabhī madhuban nivāsī haĩ .

166Those from Madhuban, stand up! 167Madhuban, Shantivan, Gyan Sarovar - all are residents of Madhuban.

133Achchhā .

168Achcha.

134Madhuban sē nagāṛā bajēgā , kahā̃ sē nagāṛā bajēgā  ?

169The drums will beat from Madhuban. 170Where will they beat from?

135 ( dillī sē ) madhuban sē nahī̃  ?

171Where will they beat from? 172(From Delhi).

136Kahō chārō̃ ōr sē .

173Not from Madhuban? 174Say from all four directions.

137Ēk taraph sē nahī̃ bajēgā .

175They will not be beaten in just one direction.

138Madhuban sē bhī bajēgā , tō chārō̃ ōr sē bajēgā tabhī kumbhakaraṇ jāgēṅgē .

176They will be beaten from Madhuban as well and they will be beaten in all four directions, for only then will the Kumbhakarnas awaken.

139Madhuban vālē jaisē sēvā mē̃ athak hōkar sēvā kā part bajā rahē hō nā , aisē yah bhī mansā sēvā kartē rahō .

177Did those from Madhuban hear this? 178Very good. 179Just as in service, you tirelessly play your part of service, in the same way, continue to serve through the mind.

140Sirph karmaṇā nahī̃ , mansā , vāchā , karmaṇā tīnō̃ sēvā , kartē bhī hō aur jyādā karnā .

180Don't just do physical service. 181You are serving through your thoughts, words and deeds, but now do even more.

141Achchhā .

182Achcha.

142Madhuban vālē bhūlē nahī̃ haĩ .

183Those from Madhuban have not been forgotten.

143Madhuban vālē sōchtē haĩ bāpdādā ātē madhuban mē̃ hai lēkin madhuban kā nām nahī̃ lētē .

184Those from Madhuban think that BapDada comes in Madhuban, but He doesn't mention Madhuban.

144Madhuban tō sadā yād hai hī .

185However Madhuban is constantly remembered.

145Madhuban nahī̃ hōtā tō yah ātē kahā̃  !

186If Madhuban didn't exist, where would everybody come to?

146Āp sēvādhārī sēvā nahī̃ kartē tō yah khātē , rahtē kaisē  !

187If you servers didn't do service, how would all of them eat and stay here?

147Tō madhuban vālō̃ kō bāpdādā bhī dil sē yād kartē aur dil sē duāyē̃ dētē haĩ .

188Therefore, BapDada also remembers those from Madhuban with His heart and gives you blessings from His heart. 189You may now sit down.

148Achchhā .

190You will become tired.

149Madhuban sē bhī pyār , teachers sē bhī pyār , mīṭhī-mīṭhī mātāō̃ sē bhī pyār aur sāth mē̃ mahāvīr pāṇḍavō̃ sē bhī pyār .

191Teachers became tired. 192BapDada didn't see that you must have become tired while standing. 193You performed the drill, at least. 194Your legs get tired while just sitting, so at least you got up.

150Pāṇḍavō̃ K|kē binā bhī gati nahī̃ hai .

195Baba has love for the teachers.

151Isīliē chaturbhuj rūp key|kī mahimā jyādā hai .

196Baba also has love for Madhuban and love for the teachers.

152Pāṇḍav aur śhaktiyā̃ dōnō̃ kā combined rūp viṣhṇu chaturbhuj hai .

197Baba also has love for the sweet mothers. 198As well as this, Baba also has love for the Mahavir Pandavas.

153Mātāō̃ sē - mātāyē̃ tō bahut haĩ .

199There cannot be salvation without the Pandavas.

154Abhī mātāyē̃ vah kapṛē kā jhaṇḍā nahī̃ avyakt uṭhāō .

200Therefore, there is greater praise of the four-armed image.

155Kapṛē kā jhaṇḍā uṭhākar kahtē hō nā bhagvān ā gayā , jāgō jāgō … lēkin abhī sachchā āvāj nikālō .

201The combined form of both the Pandavas and Shaktis is Vishnu, the four-armed image. 202If Baba were to ask the group of mothers to stand up...

156Sabkē dil sē āvāj nikalvāō .

203Half the gathering is of mothers.

157Sachchī śhivrātri manāō .

204Mothers, stand up! 205There are many mothers.

158Sunā mātāō̃ nē .

206Now, mothers, don't hoist a flag of cloth.

159Dil mē̃ bāp key|kī pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharāō .

207You wave a cloth-flag and say that God has come, now awaken, awaken.

160Jhaṇḍā laharānā ātā hai nā  !

208However, now, let the true sound be heard.

161Hōśhiyār haĩ .

209Enable the sound to emerge from each one's heart.

162Mātāyē̃ cum|kam nahī̃ haĩ .

210Celebrate the true Shiv Ratri.

163Bas abhī jagāō .

211Did you mothers hear?

164Āpkē bachchē kumbhakaraṇ sōyē huē haĩ .

212Hoist the flag of the Father's revelation in your heart.

165Abhī samay ā gayā hai , abhī unhō̃ kō jagāō .

213You know how to hoist a flag, do you not? 214You are clever.

166Unkē mukh sē nikālō - bāp ā gayā .

215The mothers are no less. 216Now, awaken them.

167Mātāyē̃ aisī śhivrātri manānā , kamāl dikhānā .

217Your children, the Kumbhkarnas, are still sleeping. 218The time has now come.

168Hāth tō bahut achchhā hilā rahē hō , bāpdādā khuśh hai .

219Now, awaken them. 220Let it emerge from their mouth that the Father has come.

169Is śhivrātri par dēkhē̃gē kyā samāchār ātā hai .

221Mothers, celebrate such a Shiv Ratri. 222Mothers, show this wonder!

170Function kiyā , yah nahī̃ .

223You are waving your hands very well. 224BapDada is pleased.

171Function karō lēkin nikālnā jarūr . 172Achchhā .

225On this Shiv Ratri, Baba will see what news He receives.

173Mātāyē̃ tō bahut haĩ , mātāō̃ sē hī brāhmaṇ parivār key|kī śhōbhā hai .

226Not that you held functions. 227You may hold functions but definitely let such souls emerge. 228Achcha. 229There are many mothers.

174Mātāō̃ key|kī viśhēṣhtā hai , chāhē kaisē bhī gānv key|kī mātāyē̃ hō̃ lēkin jis sēvākēndra par mātāō̃ key|kī saṅkhyā jyādā hōgī vahā̃ bhaṇḍārī aur bhaṇḍārā bharpūr .

230The beauty of the Brahmin family is the mothers. 231The speciality of mothers is that no matter which village the mothers come from, wherever there is a large number of mothers, there, the bhandari (Baba's box) and the bhandara (kitchen) is always full.

175Chāhē pāṇḍav ēk hō , mātāyē̃ 25 hō̃ , lēkin dil baṛī hai .

232Even if there is just one Pandava and 25 mothers, they have a big heart.

176Achchhā .

233Achcha.

177Double foreigners sē - double foreigners foreign sē media group taiyār karē̃gē  ?

234Now Double foreigners, stand up! 235Will the Double foreigners prepare the Media group from abroad. 236Will you do this?

178Hāth uṭhāō jō media group taiyār karē̃gē  ?

237Will you do this? 238Raise your hands, those who will do this.

179Bāpdādā nē sunā ki 30 dēśhō̃ sē āyē haĩ .

239Will you prepare the Media group. 240BapDada heard that children have come from 30 countries.

180Tō kam sē kam 30 dēśhō̃ mē̃ tō jākar almighty media banāyēṅgē nā  ?

241So, you will go and create the Almighty Media in at least 30 countries, will you not?

181Kyā karē̃gī bahanē̃  ?

242What will the sisters do?

182Śhaktiyā̃ kyā karē̃gī  ?

243What will the Shaktis do? 244It is good.

183Achchhā hai , dēkhō kitnā bāp sē pyār hai , kitnē samudra pār karkē ātē haĩ .

245Look, you have so much love for the Father. 246You come here after crossing so many oceans.

184Bāpdādā kō double vidēśhiyō̃ par nāz hai , pyār tō sabhī sē hai lēkin pyār kē sāth nāz bhī hai ki bāp kā sandēśh kōnē-kōnē mē̃ phailānē kē liē nimitt ban gayē .

247BapDada is proud of the double foreigners. 248He has love for everyone but, together with love, He is also proud of you that you have become instruments to spread the Father's message to every corner.

185Nahī̃ tō india key|kī bahanē̃ pahlē tō laiṅgvēj sīkhē̃ phir sandēśh dēvē̃ .

249Otherwise, the sisters from India would first of all have to learn the language and then give the message.

186Lēkin āp lōgō̃ nē dēkhō charity begins at home karkē dikhāyā hai .

250However, you children have demonstrated that "Charity begins at home".

187Abhī tō sirph 30 dēśh āyē haĩ lēkin hai tō bahut dēśhō̃ mē̃ nā  !

251Now, there are only 30 countries represented, but there are also many in other countries.

188Tō bahut achchhā sandēśh vāhak banē hō .

252So, you have become very good messengers.

189Ēk-ēk bachchē key|kī viśhēṣhtā dēkh-dēkh bāpdādā bahut khuśh hōtē haĩ .

253Seeing the speciality of each child BapDada is very pleased.

190Ēk bāt key|kī double vidēśhiyō̃ mē̃ viśhēṣhtā hai .

254The double foreigners have the speciality of one thing.

191Bhārat K|kē viśhēṣhtā key|kī list apnī hai lēkin abhī double vidēśhiyō̃ K|kē viśhēṣhtā key|kī bāt hai .

255The people of Bharat have their own list of specialities, but we are now speaking of the specialities of the double foreigners.

192Tō double vidēśhī anubhav sē kahtē haĩ ham brahmā K|kē bachchē haĩ .

256The double foreigners say with experience that they are the children of Brahma.

193Haĩ vidēśhī lēkin anubhav sē kahtē haĩ sirph dimāg sē nahī̃ .

257They are those from abroad, but they speak from experience, not just intellectually.

194Dil sē kahtē haĩ ham brahmākumār haĩ , ham brahmākumārī haĩ . 195Dil sē , anubhav sē kahtē hō nā  !

258They say from their heart that they are Brahma Kumars and Kumaris. 259You say this from your heart, with that experience, do you not?

196Kahnē sē nahī̃ kahtē , sunnē sē nahī̃ kahtē , anubhav sē kahtē haĩ .

260You don't say it just because you are told to or because you have heard it, but you say it from experience.

197Rūhānī naśhā hai nā , brahmākumār-brahmākumārī bannē kā .

261You have the spiritual intoxication of becoming a Brahma Kumar or Brahma Kumari. 262Do you have this intoxication?

198Hai naśhā  ?

263Yes, wave your hands!

199Jitnā naśhā hai utnā jōr sē hāth hilāō .

264Wave your hands strongly according to the extent that you have intoxication.

200Yah tō bāpdādā bhī verify kartē haĩ ki brahmākumār aur brahmākumārī kā naśhā hai .

265Even BapDada verifies that you have the intoxication of being a Brahma Kumar or Brahma Kumari. 266People abroad don't celebrate Shiv Ratri as much.

201Abhī vidēśh mē̃ śhivrātri itnā nahī̃ kartē , 18 January manātē haĩ .

267(Dadi Janki told Baba that we give greater importance to the 18th January).

202Śhivrātri yahā̃ manātē haĩ aur 18 January yā January mē̃ sēvā key|kī dhūm machātē haĩ , yah bhī achchhā hai lēkin sēvā mē̃ abhī bāpdādā dēkhē̃gē ki vāris aur mike pahlā number kaun nikāltē haĩ .

268They celebrate Shiv Ratri here, and make great preparations for service with pomp on the 18th January and in the month of January. 269This too is good. 270However, in service, BapDada will see who makes the first number heirs and mikes emerge.

203Uskō chāndī kā brahmā bāp dēgē .

271They will be given a silver Brahma Baba.

204Inām dēgē . 205Chāhē bhārat vālā hō , chāhē vidēśh vālā hō .

272They will be given a prize, whether they are from Bharat or abroad.

206Jō bhī nikālē̃gē , unkō vah prize milēgī .

273Whoever makes these souls emerge will be given a prize.

207Jitnē bhī centres nikālē̃ , bāpdādā kē pās bhaṇḍārā bharpūr hai .

274However many centres make them emerge, BapDada's treasure-store is overflowing.

208Ṭhīk hai nā  !

275Is this all right?

209Pāṇḍav kyā karē̃gē  ?

276What will the Pandavas do?

210Pāṇḍav kyā karat bhayē  ?

277What are the Pandavas doing?

211Pāṇḍavō̃ key|kī vijay gāī huī hai .

278The victory of the Pandavas is remembered.

212Bāpdādā pāṇḍavō̃ K|kē mastak mē̃ sadā victory dēkhtē haĩ aur victory K|kē bīch mē̃ ātmā chamak rahī hai . 213Jaisē pāṇḍavō̃ kā gāyan hai , pāṇḍavō̃ kō ḍrāmānusār yādgār mē̃ bhī vijay kā vardān milā huā hai .

279BapDada is not going to make you stand up, as you will get tired, but BapDada constantly sees victory on the forehead of the Pandavas and the soul in the centre is sparkling with victory. 280There is praise of the Pandavas. 281According to the drama, the Pandavas have received the blessing of victory.

214Gāyan hī hai vijayī pāṇḍav .

282The memorial is of the victorious Pandavas.

215Tō pāṇḍavō̃ kō kabhī bhī kisī bhī bāt mē̃ hār nahī̃ khānā hai .

283So, the Pandavas must never be defeated in anything.

216Bāpdādā K|kē galē kā hār bannā , hār khānā nahī̃ .

284Become the garland (haar) around BapDada's neck, but do not be defeated (haar).

217Jab bhī kōī aisī bāt āvē nā , tō kahō ham bāpdādā K|kē galē kā hār haĩ , hār khānē vālē nahī̃ haĩ .

285Whenever anything comes up, then say that you are the garland around BapDada's neck, not those who are going to be defeated. 286Are you that strong?

218Aisē pakkē hō  ?

287Or, are you sometimes slightly defeated?

219Ki thōṛī-thōṛī hār khā bhī lētē hō  ?

288OK, it doesn't matter, whatever is the past is the past.

220Chalō bītī sō bītī .

289Now, don't be defeated.

221Abhī hār nahī̃ khānā .

290Victory is the garland around your neck.

222Vijay galē kā hār hai , ham bāp K|kē galē kā hār haĩ .

291We are the garland around the Father's neck, not those who are defeated.

223Hār khānē vālē nahī̃ .

292There are millions of souls who will be defeated.

224Hār khānē vālē tō karōṛō̃ ātmāyē̃ haĩ , āp nahī̃ haĩ .

293You are not those. 294You are a handful out of multimillions and a few out of the selected handful.

225Āp tō karōṛō̃ mē̃ kōī , kōī mē̃ bhī kōī ātmā hō .

295The Pandavas of Madhuban, have this intoxication, do you not?

226Madhuban vālē pāṇḍav naśhā hai nā  ? 227Vijay kā naśhā aur naśhā nahī̃ .

296You have the intoxication - the intoxication of victory, not of anything else.

228Achchhē haĩ , pāṇḍav bhavan mē̃ majority pāṇḍav haĩ , pāṇḍav nahī̃ hōtē tō āp sabkō madhuban mē̃ majā nahī̃ ātā isliē balihārī madhuban nivāsiyō̃ key|kī jō āpkō mauj sē rahātē , khilātē aur uṛātē haĩ .

297You are good. 298If it weren't for the Pandavas of Pandava Bhavan - the majority is Pandavas - then none of you would enjoy yourselves in Madhuban. 299This is why there is greatness of the Madhuban niwasis who enable you to live in pleasure, who feed you and make you fly.

229Āj bāpdādā kō madhuban nivāsī amr̥itvēlē sē yād ā rahē haĩ .

300Today, BapDada has been remembering the Madhuban niwasis from amrit vela.

230Chāhē yahā̃ haĩ , chāhē ūpar baiṭhē huē haĩ , chāhē madhuban vālē kōī yahā̃ bhī duty par haĩ lēkin chārō̃ taraph K|kē madhuban nivāsiyō̃ kō bāpdādā nē amr̥itvēlē sē yād diyā hai .

301Whether you are here or sitting up above, or even if the Madhuban niwasis are on duty here, BapDada has given remembrances to the Madhuban niwasis everywhere from amrit vela. 302Achcha. 303Now, servers of UP, stand up!

231U|you . pī|P . K|kē sēvādhāriyō̃ sē - yah ( madhuban vālē ) tō sadā K|kē sēvādhārī haĩ , āp ēk turn K|kē sēvādhārī haĩ .

304They (Madhuban niwasis) are always servers and you are the servers just for this one turn. 305Servers of UP, stand up!

232Har ēk nē apnā ēk turn mē̃ avināśhī puṇya kā khātā banā diyā .

306In this one turn, each one of you has created your account of imperishable charity.

233Thōṛē samay key|kī sēvā anēk janmō̃ K|kē puṇya key|kī lakīr , bhāgya key|kī banā lī .

307You serve for a short time and create your line of fortune of charity for many births.

234Tō chatursujān nikalē nā  !

308So, you are very clever, are you not?

235Ēk janm mē̃ anēk janmō̃ kā banā diyā .

309You created for many births in just one birth.

236Bāpdādā sēvādhāriyō̃ kō dēkh viśhēṣh khuśh hōtā hai , kyō̃  ?

310Seeing the servers BapDada is especially happy. 311Why?

237Kyō̃ khuśh hōtā hai  ?

312Why is BapDada happy?

238Kyōṅki āp sab purānō̃ kō yād hōgā ki brahmā bāp jab sign kartē thē tō kyā kartē thē  ?

313Because as all of you older ones would remember, when Father Brahma used to sign anything, what did he write?

239World servant .

314World servant.

240Sēvādhārī .

315A server.

241Aur nirākār bāp bhī kisliē āyā hai  ?

316And, why has the incorporeal Father come?

242Sēvādhārī bankar āyā hai nā  ?

317He has come as the Server, has He not?

243Isliē bāpdādā kō sēvādhārī bahut yād ātē , pyārē lagtē haĩ .

318This is why BapDada remembers the servers a great deal and also loves them.

244Aur yah bhī achchhā hai jō majority sabhī ātmāō̃ kō yagya sēvā kā puṇya programme pramāṇ mil jātā hai .

319It is also good that the majority of all souls receive the charity of serving in the yagya according to the programme. 320This too is good. 321Achcha.

245Yah bhī achchhā hai . 246Achchhā .

322Teachers, are you all right?

247U|you . pī|P . key|kī sēvādhārī teachers ṭhīk hai nā  ?

323Are the teachers who are servers from UP all right?

248Bahut achchhā .

324Very good.

249Bāpdādā nē kahā nā teachers kō sadā bāpdādā gurūbhāī K|kē rūp mē̃ dēkhtā hai .

325BapDada told you didn't He, that BapDada always sees the teachers in the form of "gurubhai".

250Achchhā .

326Achcha.

251Chhōṭē bachchō̃ sē - bachchē mahātmā hai nā  ?

327First, little children stand up!

252Dēkhō , bachchō̃ kō bhī kitnā pyār hai .

328Little children are great souls (mahatmas).

253Bachchē tō challenge karnē vālē haĩ .

329Look, even the children have so much love.

254Ājkal president bhī bachchō̃ key|kī bāt māntē haĩ .

330Children are those who challenge. 331Nowadays, even the President listens to children.

255Bhārat kā president bhī bachchō̃ kō māntē haĩ .

332The President of Bharat also believes in the children.

256Tō bāpdādā bhī bachchō̃ kō pyār kartē haĩ .

333So, BapDada also loves the children.

257Ṭhīk haĩ sab bachchē .

334Are all of you children all right?

258Ṭhīk haĩ tō hāth hilāō .

335If you are all right, wave your hands!

259Bahut achchhā .

336Very good.

260Sadā bābā , bābā , bābā kahtē rahnā .

337Constantly continue to say, "Baba, Baba, Baba!"

261Yād mē̃ rahnā .

338Stay in remembrance.

262Kumāriyō̃ sē - kumāriyā̃ bhī bahut haĩ lēkin kaun see|sī|C kumāriyā̃ hō̃  ?

339Kumaris, stand up! 340There are many kumaris, but which kumaris are you?

26321 janm tārnē vālī kumāriyā̃ hō yā bandhan vālī kumāriyā̃ hō  ?

341Are you those who take others across for 21 births or are you those who are in bondage?

264Kumārī vah jō ātmāō̃ K|kē 21 janm śhrēṣhṭh banāyē .

342A kumari is one who makes souls elevated for 21 births.

265Kumāriyō̃ key|kī yah mahimā hai .

343This is the praise of kumaris.

266Agar bandhan bhī hai naukrī kā yā sambandh kā , tō bhī kumārī śhakti hai .

344If you have any bondage of either your job or relationship, then a kumari is also a Shakti.

267Apnē yōg key|kī śhakti sē apnē kō nirbandhan banā saktī hai .

345With the power of your yoga, you can free yourself from bondage.

268Bāpdādā yah nahī̃ kahtē ki naukrī nahī̃ karō , lēkin naukrī kartē huē double naukrī , sēvā karō .

346BapDada is not telling you not to go to work, but while working, do a double job. 347Do service as well.

269Foreign key|kī yah viśhēṣhtā hai , bāpdādā nē foreign mē̃ yah viśhēṣhtā dēkhī hai job bhī kartē , centre bhī sambhāltē , isliē bāpdādā aisē bachchō̃ kō double mubārak dētē haĩ .

348This is the speciality abroad. 349BapDada has seen the speciality abroad of how they have a job and also look after a centre and this is why BapDada gives double congratulations to such children.

270Circumstance haĩ tō bāpdādā manā nahī̃ kartē , lēkin balance .

350If your circumstances are such, BapDada doesn't forbid you, but keep a balance.

271Tō aisī kumāriyā̃ hō  ?

351Are you such kumaris?

272Centre khōlē̃ , centre sambhālē̃gī  ?

352Will you open a centre and look after a centre?

273Itnī kumāriyā̃ milē̃gī  !

353Will you have so many kumaris.

274Centre khōlē  ?

354Should we open centres?

275Hāth uṭhāō jō hā̃ kartī haĩ , order karē̃ centre khōlō , jāyēṅgī centre par  ?

355Those who say yes, raise your hands! 356Should we order centres to be opened? 357Will you go to the centres?

276Thōṛē hāth uṭhā rahē haĩ .

358Only a few of you are raising your hands for this.

277Dēkhnā T . V|we . mē̃ āpkā phōṭō ā gayā .

359Just be careful, your photo is being taken by the TV.

278Achchhā .

360Achcha.

279Himmat vālī haĩ .

361You have courage.

280Himmat sē bāp key|kī madad miltī hai .

362With courage you receive the Father's help.

281Achchhā , mubārak hō .

363Achcha. 364Congratulations.

282Centre par ānē key|kī mubārak hō .

365Congratulations for going to the centre.

283Kumār sē - kumār - vāris banā saktē haĩ . 284Kumār mike bhī banā saktē haĩ .

366Kumars are included with the Pandavas, whereas kumaris have to look after the centres.

285Kumār tō government kō jagā saktē haĩ .

367Kumars can create heirs. 368Kumars can also create "mikes".

286Kumār kamāl karkē dikhāyēṅgē .

369Kumars can even awaken the Government.

287Vah din bhī ānā hī hai .

370Kumars will demonstrate wonders.

288Tō kumār kō jagāō , samīp lāō .

371That day will also come. 372Therefore, awaken kumars and bring them close.

289Unkō jagāō kahō āp bhī kumār , ham bhī kumār , āō tō āpkō kahāniyā̃ sunāyē̃ .

373Awaken them. 374Tell them: You are kumars and we are also kumars. 375Come and we will tell you stories.

290Achchhā .

376Achcha.

291Bāpdādā nē jō rūhānī exercise dī hai , vah sārē din mē̃ kitnē bār kartē hō  ? 292Aur kitnē samay mē̃ kartē hō  ?

377How many times do you perform the spiritual exercise that BapDada has given you and how long do you take to do it?

293Nirākārī aur phariśhtā .

378Incorporeal and angelic.

294Bāp aur dādā , abhī-abhī nirākārī , abhī-abhī phariśhtā svarūp .

379Bap and Dada. 380One moment be incorporeal and the next moment, become the angelic form.

295Dōnō̃ mē̃ dēh-bhān nahī̃ hai .

381Neither has the consciousness of the body.

296Tō dēh-bhān sē parē hōnā hai tō yah rūhānī exercise karma kartē bhī apnī duty bajātē huē bhī ēk second mē̃ abhyās kar saktē hō .

382Therefore, if you want to go beyond the consciousness of the body, perform this spiritual exercise in a second whilst performing action and doing your duty.

297Yah ēk natural abhyās hō jāē - abhī-abhī nirākārī , abhī-abhī phariśhtā .

383Let this become a natural practice. 384One moment incorporeal and the next moment angelic.

298Achchhā .

385Achcha.

299 ( bāpdādā nē drill karāī ) aisē nirantar bhav  !

386(BapDada conducted drill.) 387May you constantly be like this.

300Chārō̃ ōr K|kē bāpdādā key|kī yād mē̃ magan rahnē vālē bāp samān bannē K|kē lakṣhya kō lakṣhaṇ mē̃ samān banānē vālē , jō kōnē-kōnē mē̃ science K|kē sādhanō̃ sē din vā rāt jāg karkē baiṭhē huē haĩ , un bachchō̃ kō bhī bāpdādā yādpyār , mubārak aur dil key|kī duāyē̃ dē rahē haĩ .

388To the children everywhere who remain lost in remembrance of the Father; to those who make the qualifications equal to the aim of becoming like the Father; to those children who are sitting in all four corners of the world and listening through the facilities of science, whether day or night, sitting awake, BapDada is also giving love, remembrance, congratulations and blessings from the heart.

301Bāpdādā jāntē haĩ sabhī K|kē dil mē̃ is samay dilārām bāp kī yād samāī huī hai .

389BapDada knows that, at this time, everyone's heart is filled with remembrance of the Father, the Comforter of Hearts.

302Har ēk kōnē-kōnē mē̃ baiṭhē huē bachchō̃ kō bāpdādā personal nām sē yādpyār dē rahē haĩ .

390BapDada is personally giving by name love and remembrance to every child sitting in every corner.

303Nāmō̃ key|kī mālā japē̃ tō rāt pūrī hō jāyēgī .

391If Baba were to chant the rosary of their names, the whole night would go by.

304Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō yād dētē haĩ , chāhē purūṣhārth mē̃ kaun sā bhī number hō lēkin bāpdādā sadā her|har bachchē K|kē śhrēṣhṭh svamān kō yādpyār dētē haĩ aur namastē kartē haĩ .

392BapDada is giving remembrance to all the children. 393No matter what number you may be in your efforts, however, BapDada constantly gives each one of you children love and remembrance and says namaste according to your elevated self-respect.

305Yādpyār dēnē K|kē samay bāpdādā K|kē sāmnē chārō̃ ōr kā her|har bachchā yād hai .

394At the time of giving love and remembrance, BapDada keeps in front of Him every child everywhere.

306Kōī ēk bachchā bhī kisī bhī kōnē mē̃ , gānv mē̃ , śhahar mē̃ , dēśh mē̃ , vidēśh mē̃ , jahā̃ bhī hai , bāpdādā uskō svamān yād dilātē huē yādpyār dētē haĩ .

395BapDada reminds every child, in every corner, village, city, this country or abroad, of his self-respect and gives love and remembrance.

307Sab yādpyār K|kē adhikārī haĩ kyōṅki bābā kahā tō yādpyār K|kē adhikārī haĩ hī .

396Everyone has a right to love and remembrance because as soon as you say "Baba" you have a right to love and remembrance.

308Āp sabhī sammukh vālō̃ kō bhī bāpdādā svamān K|kē mālādhārī svarūp mē̃ dēkh rahē haĩ .

397BapDada is seeing all of you seated in front of Him in the form of those who are wearing the rosary of self-respect.

309Sabhī kō bāp samān svamān svarūp mē̃ yādpyār aur namastē .

398To all of you who are in your self-respect of being equal to the Father, love, remembrance and namaste.

310Dādī jī sē - ṭhīk hō gaī , abhī kōī bīmārī nahī̃ hai .

399To Dadiji:You are now all right. 400Now, you don't have any illness.

311Bhāg gaī .

401They have all gone away.

312Vah sirph dikhānē kē liē I|āī|eye jō sabhī dēkhē̃ ki hamārē pās|pass bhī ātī hai tō kōī baṛī bāt nahī̃ hai .

402They just came to show themselves to you, so that everyone sees that it also comes to you. 403So that is not a big thing.

313Sabhī dādiyā̃ bahut achchhā part bajā rahī hō .

404All the Dadis are playing a very good part.

314Bāpdādā sabkē part kō dēkh karkē khuśh hōtē haĩ . 315 ( nirmalśhāntā dādī sē ) ādi ratna hō nā  !

405BapDada is pleased to see everyone's part. 406(Speaking to Dadi Nirmal Shanta): You are an original jewel, are you not? 407You are an original jewel.

316Anādi rūp mē̃ bhī nirākārī bāp K|kē samīp hō , sāth-sāth rahtē hō aur ādi rūp mē̃ bhī rājya darbār K|kē sāthī hō .

408In the eternal form, you are close to the incorporeal Father. 409You constantly remain with Him and in the original form too, you are a companion in the royal court.

317Sadā royal family K|kē bhī royal hō aur saṅgam par bhī ādi ratna bannē kā bhāgya milā hai .

410You are a royal member of the royal family and you have also received the fortune of being an original jewel at the confluence age.

318Tō bahut baṛā bhāgya hai , hai nā bhāgya  ?

411So it is a very big fortune. 412You have this fortune, do you not?

319Āpkā hājar rahnā hī sabkē liē vardān hai .

413Your presence is a blessing for everyone.

320Bōlō nahī̃ bōlō , kuchh karō nahī̃ karō lēkin āpkā hājar rahnā hī sabkē liē vardān hai .

414Whether you say anything or not, whether you do anything or not, your presence itself is a blessing for everyone.

321Achchhā .

415Achcha.

322Ōm śhānti .

416* * * O M S H A N T I * * *