शनिवार 18 जनवरी 2003 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 118-01-03 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 18-01-2003 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2 brāhmaṇ janm key|kī smr̥itiyō̃ dvārā samarth ban sarv kō samarth banāō
1Become powerful through the awareness of the Brahmin birth and make everyone powerful.
3Āj chārō̃ ōr K|kē sarv snēhī bachchō̃ K|kē snēh K|kē mīṭhē-mīṭhē yād K|kē bhinn-bhinn bōl , snēh K|kē mōtī key|kī mālāyē̃ bāpdādā kē pās amr̥itvēlē sē bhī pahlē pahuñch gaī .
2Today, the variety of sweet words of loving remembrance and necklaces of pearls of love, of all the loving children, reached BapDada before amrit vela.
4Bachchō̃ kā snēh bāpdādā kō bhī snēh K|kē sāgar mē̃ samā lētā hai .
3The children's love makes even BapDada merge in the ocean of love.
5Bāpdādā nē dēkhā har ēk bachchē mē̃ snēh key|kī śhakti aṭūṭ hai .
4BapDada saw that each child has an unbroken power of love.
6Yah snēh key|kī śhakti her|har bachchē kō sahajyōgī banā rahī hai .
5This power of love is making every child an easy yogi.
7Snēh K|kē ādhār par sarv ākarṣhaṇō̃ sē uparām hō āgē sē āgē baṛh rahē haĩ .
6On the basis of love, you are going beyond all attractions and moving forward as much as possible.
8Aisā ēk bachchā bhī nahī̃ dēkhā jiskō bāpdādā dvārā yā viśhēṣh ātmāō̃ dvārā nyārē aur pyārē snēh kā anubhav na hō .
7Baba didn't see a single child who hasn't experienced receiving unique and lovely love from BapDada and the special souls.
9Har ēk brāhmaṇ ātmā kā brāhmaṇ jīvan kā ādikāl snēh key|kī śhakti dvārā hī huā hai .
8The beginning of Brahmin life of every Brahmin soul has been through the power of love.
10Brāhmaṇ janm key|kī yah snēh key|kī śhakti vardān ban āgē baṛhā rahī hai .
9This power of love of this Brahmin birth has become a blessing and is making you move forward.
11Tō āj kā din viśhēṣh bāp aur bachchō̃ K|kē snēh kā din hai .
10Therefore, today is a special day of love between the Father and the children.
12Har ēk nē apnē dil mē̃ snēh K|kē mōtiyō̃ key|kī bahut-bahut mālāyē̃ bāpdādā kō pahnāī .
11Each one of you in your heart has garlanded BapDada with many, many necklaces of pearls of love.
13Aur śhaktiyā̃ āj K|kē din merge haĩ lēkin snēh key|kī śhakti emerge hai .
12All other powers are merged on this day, but the power of love is in an emerged form.
14Bāpdādā bhī bachchō̃ K|kē snēh K|kē sāgar mē̃ lavlīn hai .
13BapDada is also lost in the ocean of the children's love.
15Āj K|kē din kō smr̥iti divas kahtē hō .
14Today is called the day of remembrance (awareness).
16Smr̥iti divas sirph brahmā bāp K|kē smr̥iti kā divas nahī̃ hai lēkin bāpdādā kahtē haĩ āj aur sadā yah yād rahē ki bāpdādā nē brāhmaṇ janm lētē hī ādi sē ab tak kyā-kyā smr̥itiyā̃ dilāī haĩ .
15The day of remembrance is not just the day of remembrance of Father Brahma, but BapDada says: Today, and always, remember all the different types of awareness that BapDada has reminded you of from the moment you took Brahmin birth up to now.
17Vah smr̥itiyō̃ key|kī mālā yād karō , bahut baṛī mālā ban jāyēgī .
16Remember the rosary of those forms of awareness and it will become a very long rosary.
18Sabsē pahlī smr̥iti sabkō kyā milī ?
17What was the first awareness that all of you received?
19Pahlā pāṭh yād hai nā ! 20Maĩ kaun !
18You do remember the first lesson, do you not?
21Is smr̥iti nē hī nayā janm diyā , vr̥itti dr̥iṣhṭi smr̥iti parivartan kar dī hai .
19Who am I? 20This awareness gave you a new birth and it transformed your attitude, vision and awareness.
22Aisī smr̥itiyā̃ yād ātē hī rūhānī khuśhī key|kī jhalak nayanō̃ mē̃ , mukh mē̃ ā hī jātī hai .
21As soon as you remember such an awareness, you have the sparkle of spiritual happiness in your eyes and on your face.
23Āp smr̥itiyā̃ yād kartē aur bhakta mālā simraṇ kartē haĩ .
22You remember the awareness whereas devotees chant and turn the beads of a rosary.
24Ēk bhī smr̥iti amr̥itvēlē sē karmayōgī bannē samay bhī bār-bār yād rahē tō smr̥iti samarth svarūp banā dētī hai kyōṅki jaisī smr̥iti vaisī hī samarthī svataḥ hī ātī hai .
23If you repeatedly remember even one awareness from amrit vela until the time you become a karma yogi, this awareness makes you powerful, because as is your awareness, so you automatically develop that power.
25Isliē āj K|kē din kō smr̥iti din sāth-sāth samarth din kahtē haĩ .
24This is why today is called the day of remembrance and also the day of power.
26Brahmā bāp sāmnē ātē hī , bāp key|kī dr̥iṣhṭi paṛtē hī ātmāō̃ mē̃ samarthī ā jātī hai .
25As soon as Father Brahma comes in front of you and as soon as the Father's vision falls on you souls, you receive power.
27Sab anubhavī haĩ .
26All of you are experienced.
28Sabhī anubhavī haĩ nā !
27All of you are experienced, are you not?
29Chāhē sākār rūp mē̃ dēkhā , chāhē avyakt rūp key|kī pālnā sē paltē avyakt sthiti kā anubhav kartē hō , second mē̃ dil sē bāpdādā kahā aur samarthī svataḥ hī ā jātī hai .
28Whether you saw in the corporeal form or whether you experience it in the avyakt stage while being sustained through the avyakt form, as soon as you say BapDada from your heart, you automatically receive power.
30Isliē ō samarth ātmāyē̃ ab anya ātmāō̃ kō apnī samarthī sē samarth banāō .
29Therefore, o powerful souls, now make other souls powerful with your power. 30You have this enthusiasm, do you not?
31Umaṅg hai nā !
31You have enthusiasm.
32Hai umaṅg , asamarth kō samarth banānā hai nā !
32You have to make powerless souls powerful, do you not?
33Bāpdādā nē dēkhā ki chārō̃ ōr kamzōr ātmāō̃ kō samarth banānē kā umaṅg achchhā hai . 34Śhiv rātri K|kē programme dhūmdhām sē banā rahē haĩ .
33BapDada has seen that there is very good enthusiasm everywhere for making weak souls powerful. 34You are planning programmes for Shiv Ratri with a lot of pomp and splendour. 35All of you have enthusiasm, do you not?
35Sabkō umaṅg hai nā !
36Do you have this enthusiasm?
36Jiskō umaṅg hai bas is śhivrātri mē̃ kamāl karē̃gē , vah hāth uṭhāō .
37Those who have the enthusiasm to perform wonders on this year's Shiv Ratri, raise your hands!
37Aisī kamāl jō dhamāl khatm hō jāē . 38Jay-jayakār hō jāyē vāh !
38Perform such a wonder that all upheaval ends and there is victory: Wah!
39Vāh samarth ātmāyē̃ vāh !
39Wah powerful souls! 40Wah!
40Sabhī zone nē programme banāyā hai nā !
41All zones have planned programmes.
41Pañjāb nē bhī banāyā hai nā !
42Punjab has also planned them.
42Achchhā hai .
43It is good.
43Bhaṭaktī huī ātmāyē̃ , pyāsī ātmāyē̃ , aśhānt ātmāyē̃ , aisī ātmāō̃ kō añchalī tō dē dō .
44Give at least a drop to the souls who are wandering, to thirsty souls and to peaceless souls.
44Phir bhī āpkē bhāī-bahanē haĩ .
45Nevertheless, they are your brothers and sisters.
45Tō apnē bhāīyō̃ kē ūpar , apnī bahanō̃ kē ūpar rahm ātā hai nā !
46You do feel mercy for your brothers and your sisters, do you not?
46Dēkhō , ājkal paramātmā kō āpdā K|kē samay yād kartē lēkin śhaktiyō̃ kō , dēvtāō̃ mē̃ bhī gaṇēśh hai , hanumān hai aur bhī dēvtāō̃ kō jyādā yād kartē haĩ , tō vah kaun haĩ ?
47Nowadays, at the time of calamities, they do remember God, but they remember the Shaktis and deities such as Ganesh, Hanuman and other deities a lot more. 48So who are they?
47Āp hī hō nā !
49You are those, are you not?
48Āpkō rōj yād kartē haĩ .
50They remember you every day.
49Pukār rahē haĩ hē kr̥ipālu , dayālu rahm karō , kr̥ipā karō .
51They are calling out: Merciful one, compassionate one, have mercy! 52Have compassion!
50Jarā see|sī|C ēk sukh śhānti key|kī būnd dē dō .
53Give even a small drop of peace and happiness.
51Āp dvārā ēk būnd K|kē pyāsī haĩ .
54They are thirsty for one drop from you.
52Tō duḥkhiyō̃ kā , pyāsī ātmāō̃ kā āvāj hē śhaktiyā̃ , hē dēv nahī̃ pahuñch rahā hai !
55O Shaktis, o deities, is the sound of unhappy and thirsty souls not reaching you?
53Pahuñch rahā hai nā ?
56It is reaching you, is it not?
54Bāpdādā jab pukār suntē haĩ tō śhaktiyō̃ kō aur dēvō̃ kō yād kartē haĩ .
57When BapDada hears the call, He remembers the Shaktis and the Devs (deities).
55Tō achchhā programme dādī nē banāyā hai , bābā kō pasand hai .
58So, Dadiji has created a good programme. 59BapDada likes it.
56Smr̥iti divas tō sadā hī hai lēkin phir bhī āj kā din smr̥iti dvārā sarv samārthiyā̃ viśhēṣh prāpt kī , ab kal sē śhivrātri tak bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō kahtē ki yah viśhēṣh din yahī lakṣhya rakhō ki jyādā sē jyādā ātmāō̃ kō mansā dvārā , vāṇī dvārā vā sambandh-sampark dvārā kisī bhī vidhi sē sandēśh rūpī añchalī jarūr dēnā hai .
60Every day is a day of remembrance but today, you received special powers through remembrance. 61BapDada is now telling all the children everywhere: from tomorrow until Shiv Ratri, keep the special aim with your heart to definitely give the maximum number of souls a drop and the message through your thoughts, words, relationships and connections using one method or another.
57Apnā ulhanā utār dō .
62End the complaint against you.
58Bachchē sōchtē haĩ abhī vināśh key|kī date tō dikhāī nahī̃ dētī hai , tō kabhī bhī ulhanā pūrā kar lē̃gē lēkin nahī̃ agar abhī sē ulhanā pūrā nahī̃ karē̃gē tō yah bhī ulhanā milēgā ki āpnē pahlē kyō̃ nahī̃ batāyā .
63You children think that the date of destruction is not yet visible and so you will end the complaint against you any time, but no! 64If you don't end that complaint now, you will receive a complaint from people saying: Why didn't you tell us before?
59Ham bhī kuchh tō banā dētē , phir tō sirph ahō prabhū kahē̃gē .
65We too would have done something. 66Now, they will say: Oh Prabhu!
60Isliē unhē̃ bhī kuchh-kuchh tō varsē key|kī añchalī lēnē dō .
67Therefore, let them take a drop of some of the inheritance.
61Unhō̃ kō bhī kuchh samay dō .
68Give them some time too.
62Ēk būnd sē bhī pyās tō bujhāō , pyāsē kē liē ēk būnd bhī bahut mahattva vālī hōtī hai .
69Quench their thirst with even just one drop. 70For those who are thirsty, even one drop has a lot of importance.
63Tō yahī programme hai nā ki kal sē lēkē bāpdādā bhī harī jhaṇḍī nahī̃ , nagāṛā bajā rahē haĩ ki ātmāō̃ kō , hē tr̥ipt ātmāyē̃ sandēśh dō , sandēśh dō .
71So this is the programme, is it not, BapDada is not just showing the green flag, but beating the drums, that from tomorrow you contented souls give the message to all souls.
64Kam sē kam śhivrātri par bāp K|kē birth day kā mukh tō mīṭhā karē̃ ki hā̃ hamē̃ sandēśh mil gayā .
72At least on Shiv Ratri everyone should sweeten their mouths that, on the Father's birthday, they too received the message.
65Yah dilkhuśh miṭhāī sabhī kō sunāō , khilāō .
73Relate this Dilkhush sweet to everyone, feed it to them.
66Sādhāraṇ śhivrātri nahī̃ manānā , kuchh kamāl karkē dikhānā .
74Don't celebrate Shiv Ratri in an ordinary way, but show some wonders. 75Do you have this enthusiasm?
67Umaṅg hai ? 68Pahlī line kō hai ?
76Do those in the first line have it?
69Bahut dhūm machāō .
77Create a lot of splendour.
70Kam sē kam yah tō samajhē̃ ki śhivrātri kā itnā baṛā mahattva hai .
78At least let them understand how Shiv Ratri has such great significance.
71Hamārē bāp kā janm din hai , sunkē khuśhī tō manāyē̃ .
79It is the birthday of our Father. 80Let them hear this and celebrate in happiness.
72Achchhā - jitnē bhī yahā̃ baiṭhē haĩ , chārō̃ ōr tō jānā hī hai lēkin jitnē bhī baiṭhē haĩ , kitnī saṅkhyā hai ?
81Achcha. 82All of those who are sitting here - you have to go everywhere, but all of those who are sitting here, how many are there?
73 ( 12-13 hajār baiṭhē haĩ ) achchhā , jō bhī baiṭhē haĩ , madhuban vālē kahē̃gē ham kahā̃ sandēśh dēgē ?
83(13,000 people sitting in the hall.) 84Achcha, all of those sitting here, those from Madhuban will say: To whom would we give the message?
74Ājkal tō madhuban K|kē āspās bhī gānv bahut haĩ .
85Nowadays, there are many villages near Madhuban.
75Chāhē ūpar , chāhē nīchē bahut lōg haĩ . 76Kam sē kam ēk ātmā kō tō apnā banāō , sandēśh tō bahutō̃ kō dēnā lēkin ēk ātmā tō apnā varsā lēnē K|kē lāyak banāō .
86There are many people, whether it is up in Madhuban or down below in Shantivan. 87At least make one soul belong to you. 88You give the message to many, but at least make one soul worthy to claim his inheritance.
77Sabhī ēk ēk kō taiyār karē tō 9 lākh tō pūrē hō jāyēṅgē .
89If everyone creates one, then 900,000 will be prepared. 90Do you agree?
78Majū̃r hai , karē̃gē ki sirph bōlē̃gē .
91Will you do this or just speak about it?
79Sirph hāth nahī̃ uṭhānā lēkin dil sē karnā hai .
92Don't just raise your hand, but do it with your heart.
80Karnā hai ?
93Are you going to do it?
81 ( nārāyaṇ sē pūchhtē haĩ ) karnā hai ?
94(Asking Dada Narayan): Are you going to do it?
82Tō jō bāpdādā nē kahā hai 9 lākh key|kī list hōnī chāhiē , vah tō hō hī jāyēgī nā .
95BapDada has said that there should be a list of 900,000 and that will be prepared, will it not?
83Tō aglī season mē̃ bāpdādā yah khuśhkhabarī sunnē chāhtē haĩ ki 6 lākh nahī̃ , 9 lākh tō hō gayē haĩ , ussē jyādā hī hō gayē haĩ .
96Therefore, in the next season, BapDada wants to hear the good news that there aren't 600,000, but there are now 900,000, or even more than that.
84Ṭhīk hai , śhaktiyā̃ , teachers ṭhīk hai !
97Is this right? 98Shaktis, teachers, is this right?
85Teachers kō tō kaṅgan taiyār karnā chāhiē .
99Teachers should prepare a bracelet.
86Pañjāb aur rājasthān key|kī teachers hāth uṭhāō .
100Teachers of Punjab and Rajasthan, raise your hands!
87Teachers tō bahut hī banā saktī hai , lēkin aurō̃ kō bhī banānē key|kī prērṇā dēnā .
101Teachers can create many others. 102However, you must also inspire others to create them.
88Achchhā hai teachers kitnī haĩ ?
103It is good. 104How many teachers are there?
89Ēk ēk bhī 9 kō taiyār karē̃ tō 9 lākh tō hō jāyēṅgē .
105If each one were to prepare 9, then 9 lakhs would be prepared.
90Kyā samajhtē hō aglē season tak yah khuśhkhabarī milēgī ?
106What do you think? 107Will Baba receive this good news by the next meeting.
91Hā̃ nirvair bōlō , milēgī ?
108Nirwair, speak! 109Will Baba receive this news?
92Hōgā ?
110Will this happen?
93Yah tō kōī baṛī bāt nahī̃ hai . 946 lākh haĩ , 3 lākh chāhiē bas .
111This is not a big thing. 112There are 600,000 of you, and only 300,000 are now needed. 113It will happen.
95Hō jāyēgā , sab sirph himmat rakhō karnā hī hai .
114All of you simply have to have the courage that you have to do this. 115What will you say?
96Kyā bōlē̃gē ?
116Say: We have to do it.
97Kahō karnā hī hai .
117The power of thought is a very great power.
98Saṅkalp śhakti bahut baṛī śhakti hai .
118What can the thoughts of you Brahmin souls not do?
99Āp brāhmaṇ ātmāō̃ kā saṅkalp kyā nahī̃ kar saktā hai .
119Each one of you has to keep in your awareness how important your elevated thoughts are.
100Har ēk kō apnē śhrēṣhṭh saṅkalp kā mahattva smr̥iti mē̃ rakhnā hai .
120BapDada saw that, at amrit vela, the majority of you have very good intoxication of remembrance and Godly attainments.
101Bāpdādā nē dēkhā ki amr̥itvēlē majority kā yād aur īśhvarīy prāptiyō̃ kā naśhā bahut achchhā rahtā hai .
121However, there is a difference in the intoxication that you have at amrit vela and when you are in your karma-yogi stage.
102Lēkin karma yōgī key|kī stage mē̃ jō amr̥itvēlē kā naśhā hai ussē antar paṛ jātā hai . 103Kāraṇ kyā hai ?
122What is the reason for this? 123While performing actions, you remain both soul conscious and action conscious.
104Karma kartē , soul conscious aur karma conscious dōnō̃ rahtā hai .
124The method for this is: While performing actions, I, the soul. 125Which soul?
105Iskī vidhi hai karma kartē maĩ ātmā , kaun see|sī|C ātmā , vah tō jāntē hī hō , jō bhinn-bhinn ātmā K|kē svamān milē huē haĩ , aisī ātmā karāvanhār hōkar in karmēndriyō̃ dvārā karma karānē vālī hū̃ , yah karmēndriyā̃ karmchārī haĩ lēkin karmchāriyō̃ sē karma karānē vālī maĩ karāvanhār hū̃ , nyārī hū̃ .
126You know that already. 127You have received different forms of self-respect of the soul. 128Such a soul is one who becomes karavanhar (one who makes others act) and makes the physical senses act. 129These physical senses are my workers, but I am karavanhar who works through the workers.
106Kyā laukik mē̃ bhī director apnē sāthiyō̃ sē , nimitt sēvā karnē vālō̃ sē sēvā karātē , direction dētē , duty bajātē bhūl jātā hai ki maĩ director hū̃ ?
130I am detached. 131In the world too, when a director gives directions while performing his duties, to his colleagues or those who are the instruments for service, does he forget that he is a director?
107Tō apnē kō karāvanhār śhaktiśhālī ātmā hū̃ , yah samajhkar kārya karāō .
132He has the awareness: I, myself, am a powerful karavanhar soul.
108Yah ātmā aur śharīr , vah karanhār hai vah karāvanhār hai , yah smr̥iti merge hō jātī hai .
133The soul and the body - the awareness that one is karanhar and one is karavanhar becomes merged.
109Āp sabkō , purānē bachchō̃ kō mālūm hai ki brahmā bāp nē śhurū śhurū mē̃ kyā abhyās kiyā ?
134Do all of you old children recall what Father Brahma practised in his early days? 135You saw one of his diaries, did you not?
110Ēk diary dēkhī thī nā . 111Sārī diary mē̃ ēk hī śhabda - maĩ bhī ātmā , Jasōdā bhī ātmā , yah bachchē bhī ātmā haĩ , ātmā hai , ātmā hai … yah foundation sadā kā abhyās kiyā .
136In the whole diary, there were just the words: I am a soul, Jasoda (lokik wife) is a soul, this child is a soul. 137This one is a soul, that one is a soul. 138He constantly practised this foundation.
112Tō yah pahlā pāṭh maĩ kaun ? 113Iskā bār-bār abhyās chāhiē .
139Therefore, you constantly need to practise the first lesson: Who am I?
114Checking chāhiē , aisē nahī̃ maĩ tō hū̃ hī ātmā .
140You do need to check yourself. 141Don't think: I am a soul anyway.
115Anubhav karē ki maĩ ātmā karāvanhār ban karma karā rahī hū̃ .
142Experience that I, the soul, as karavanhar, am getting the work done.
116Karanhār alag hai , karāvanhār alag hai .
143Karanhar is separate from karavanhar.
117Brahmā bāp kā dūsrā anubhav bhī sunā hai ki yah karmēndriyā̃ , karmchārī haĩ .
144You also heard Father Brahma's other experience that the physical senses are the workers.
118Tō rōj rāt key|kī kachahrī sunī hai nā !
145You heard about the court that was held every night, did you not?
119Tō mālik ban in karmēndriyō̃ rūpī karmchāriyō̃ sē hālchāl pūchhā hai nā !
146So, as a master, he asked his workers, the physical senses, about their welfare.
120Tō jaisē brahmā bāp nē yah abhyās foundation bahut pakkā kiyā , isliē jō bachchē last mē̃ bhī sāth rahē unhōnnē kyā anubhav kiyā ?
147Therefore, Father Brahma practised this foundation very firmly. 148Therefore, what did the children who lived with him in his last days experience?
121Ki bāp kārya kartē bhī śharīr mē̃ hōtē huē bhī aśharīrī sthiti mē̃ chaltē phirtē anubhav hōtā rahā .
149That even while performing actions and being in the body and walking and moving around, the father was experienced to be bodiless.
122Chāhē karma kā hisāb bhī chuktū karnā paṛā lēkin sākṣhī hō , na svayã karma K|kē hisāb K|kē vaśh rahē , na aurō̃ kō karma K|kē hisāb-kitāb chuktū hōnē kā anubhav karāyā .
150Although he had to settle the accounts of karma, he did that as a detached observer. 151Neither was he influenced by the accounts of his karma nor did he give others the experience that he was settling his karmic accounts.
123Āpkō mālūm paṛā ki brahmā bāp avyakt hō rahā hai , nahī̃ mālūm paṛā nā !
152Were you aware that Father Brahma was becoming avyakt? 153You weren't aware, were you?
124Tō itnā nyārā , sākṣhī , aśharīrī arthāt karmātīt stage bahutkāl sē abhyās key|kī tab ant mē̃ bhī vahī svarūp anubhav huā .
154It was because he practised being detached, an observer, bodiless, that is, the karmateet stage, over a long period of time that that form was experienced at the end.
125Yah bahutkāl kā abhyās kām mē̃ ātā hai .
155This practice over a long period of time is very useful.
126Aisē nahī̃ sōchō ki ant mē̃ dēhbhān chhōṛ dēgē , nahī̃ .
156Don't think that you will renounce the consciousness of the body at the end.
127Bahutkāl kā aśharīrīpan kā , dēh sē nyārā karāvanhār sthiti kā anubhav chāhiē .
157No. 158The experience of being bodiless and detached from the body, the karavanhar stage is needed.
128Antkāl chāhē javān hai , chāhē būṛhā hai , chāhē tandarūst hai , chāhē bīmār hai , kiskā bhī kabhī bhī ā saktā hai . 129Isliē bahutkāl sākṣhīpan K|kē abhyās par attention dō .
159The final moments for anyone - young, old, healthy or ill - can come at any time. 160Therefore, pay attention to the practice of being a detached observer over a long period of time.
130Chāhē kitnī bhī prākr̥itik āpdāyē̃ āyēṅgī lēkin yah aśharīrīpan key|kī stage āpkō sahaj nyārā aur bāp kā pyārā banā dēgī .
161No matter how many natural calamities come, this bodiless stage will easily make you detached and loved by God.
131Isliē bahutkāl śhabda kō bāpdādā underline karā rahē haĩ .
162Therefore, BapDada is making you underline the term "over a long period of time".
132Kyā bhī hō , sārē din mē̃ sākṣhīpan key|kī stage kā , karāvanhār key|kī stage kā , aśharīrīpan key|kī stage kā anubhav bār-bār karō , tab ant matē phariśhtā sō dēvtā niśhchit hai .
163No matter what happens, repeatedly experience the stage of a detached observer, the stage of being karavanhar and the bodiless stage. 164Then, at the final moments, you angels are guaranteed to become deities.
133Bāp samān bannā hai tō bāp nirākār aur phariśhtā hai , brahmā bāp samān bannā arthāt phariśhtā stage mē̃ rahnā .
165If you want to become like the Father, then the Father is incorporeal and an angel. 166To become like Father Brahma means to stay in the angelic stage.
134Jaisē phariśhtā rūp sākār rūp mē̃ dēkhā , bāt suntē , bāt kartē , kārōbār kartē anubhav kiyā ki jaisē bāp śharīr mē̃ hōtē nyārē haĩ .
167Just as when you saw the angelic form in the corporeal form, you experienced that the Father, while listening, speaking or carrying out his activities in the body, was detached.
135Kārya kō chhōṛkar aśharīrī bannā , yah tō thōṛā samay hō saktā hai lēkin kārya kartē , samay nikāl aśharīrī , powerful stage kā anubhav kartē rahō .
168To put aside your work and then become bodiless is possible for a short period of time. 169However, whilst carrying out your activities, make time to continue to experience the powerful bodiless stage.
136Āp sab phariśhtē hō , bāp dvārā is brāhmaṇ jīvan kā ādhār lē sandēśh dēnē kē liē sākār mē̃ kārya kar rahē hō .
170All of you are angels. 171By taking support of this Brahmin birth from the Father, you are carrying out your task in the corporeal form in order to give the message.
137Phariśhtā arthāt dēh mē̃ rahtē dēh sē nyārā aur yah example brahmā bāp kō dēkhā hai , asambhav nahī̃ hai .
172An angel means to be detached from the body while in the body. 173You saw this example in Father Brahma. 174It is not impossible.
138Dēkhā anubhav kiyā .
175You saw and experienced it.
139Jō bhī nimitt haĩ , chāhē abhī vistār jyādā hai lēkin jitnī brahmā bāp key|kī naī knowledge , naī jīvan , naī duniyā banānē key|kī jimmēvārī thī , utnī abhī kiskī bhī nahī̃ hai .
176All of you who are instruments now, even though there is a lot of expansion now, none of you have as much responsibility as Father Brahma did of the new knowledge, new life, and of creating a new world.
140Tō sabkā lakṣhya hai brahmā bāp samān bannā arthāt phariśhtā bannā .
177Therefore, everyone's aim is to become equal to Father Brahma, that is, to become an angel.
141Śhiv bāp samān bannā arthāt nirākār sthiti mē̃ sthit hōnā .
178To become equal to Father Shiva means to stabilise yourself in the incorporeal stage.
142Muśhkil hai kyā ?
179Is this difficult?
143Bāp aur dādā sē pyār hai nā !
180You love Bap and Dada, do you not?
144Tō jissē pyār hai us jaisā bannā , jab saṅkalp bhī hai - bāp samān bannā hī hai , tō kōī muśhkil nahī̃ .
181Therefore, become like the One you love. 182When you have the thought that you have to become equal to the Father, then it is not difficult.
145Sirph bār-bār attention .
183Simply repeatedly pay attention.
146Sādhāraṇ jīvan nahī̃ .
184This is not an ordinary life.
147Sādhāraṇ jīvan jīnē vālē bahut haĩ .
185There are many who are leading ordinary lives.
148Baṛē-baṛē kārya karnē vālē bahut haĩ .
186There are many who are carrying out great tasks.
149Lēkin āp jaisā kārya , āp brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē sivāē aur kōī nahī̃ kar saktā hai .
187However, no one apart from you Brahmin souls, can carry out the task that you are.
150Tō āj smr̥iti divas par bāpdādā samāntā mē̃ samīp āō , samīp āō , samīp āō kā vardān dē rahē haĩ .
188Therefore, today, on this day of remembrance, BapDada is giving you the blessing: Come close! 189Come close!
151Sabhī had K|kē kinārē , chāhē saṅkalp , chāhē bōl , chāhē karma , sambandh-sampark kōī bhī had kā kinārā , apnē man key|kī naīyā kō in had K|kē kinārō̃ sē mukt kar dō .
190Come close! 191Liberate the boat of your mind from all limited supports, all the limited supports of thoughts, words, deeds, relationships and connections.
152Abhī sē jīvan mē̃ rahtē mukt aisē jīvanmukti kā alaukik anubhav bahutkāl sē karō .
192From now, have the alokik experience of being liberated in life, as though having jeevanmukti over a long period of time.
153Achchhā .
193Achcha.
154Chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ K|kē patra bahut milē haĩ aur madhuban vālō̃ key|kī krōdhmukt key|kī report , samāchār bhī bāpdādā kē pās pahuñchā hai .
194Baba received many letters from everywhere. 195BapDada also received the news and report of Madhuban residents becoming free from anger. 196BapDada is pleased with their courage.
155Bāpdādā himmat par khuśh hai , aur āgē kē liē sadā mukt rahnē kē liē sahanśhakti kā kavach pahanē rakhnā , tō kitnā bhī kōī prayatna karēgā lēkin āp sadā safe rahē̃gē .
197And for the future, in order to remain constantly free, always wear the armour of the power of tolerance. 198Then, no matter how much someone tries, you will always remain safe.
156Aisē sarv dr̥iṛh saṅkalpdhārī , sadā smr̥iti svarūp ātmāō̃ kō , sadā sarv samārthiyō̃ kō samay par kārya mē̃ lānē vālē viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā sarv ātmāō̃ K|kē merciful ātmāō̃ kō , sadā bāpdādā samān bannē K|kē saṅkalp kō sākār rūp mē̃ lānē vālē aisē bahut-bahut-bahut pyārē aur nyārē bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
199Achcha. 200To such souls who have determination and are always an embodiment of remembrance; to the special souls who constantly use all their powers at the right time; to those who are merciful to all souls; to those who put into the corporeal form the thought of becoming equal to the Father; to such very, very, very lovely and unique children, BapDada's love, remembrance and namaste.
157Pañjāb K|kē sēvādhāriyō̃ sē : pañjāb vālō̃ nē bhī apnā bēhad sēvā kā part achchhā bajāyā hai , bāpdādā khuśh hōtē haĩ ki har ēk zone baṛē umaṅg-utsāh sē sēvā kā golden chance practical mē̃ lā rahē haĩ .
201BapDada speaking to the servers of Punjab: Those from Punjab have played their part of unlimited service well. 202BapDada is pleased that every zone is putting into a practical form their golden chance for service with great zeal and enthusiasm.
158Pañjāb nām hī nadiyō̃ K|kē ādhār par paṛā hai .
203The name of Punjab is given on the basis of the rivers there.
159Ājkal nadiyō̃ kō hī pāvan banānē vālī māntē haĩ .
204Nowadays, people believe rivers to be purifiers.
160Tō pañjāb vālē sabkō sandēśh dēnē mē̃ number one haĩ nā !
205Therefore, those from Punjab are number one in giving everyone the message, are you not?
161Nadiyā̃ tō bahtī rahtī haĩ , tō pañjāb bhī sandēśh dētē āgē baṛhtā rahtā hai .
206The rivers constantly continue to flow, and so Punjab also continues to move forward by giving the message.
162Bahut programme achchhē banāyē haĩ nā .
207You have created many good programmes, have you not?
163Bāpdādā nē sunā hai , sabkā achchhā umaṅg hai .
208BapDada has seen that all of you have very good enthusiasm.
164Ādi sthāpanā kā sthān hai isliē śhakti jyādā hai , isīliē āpkē nimitt chandramaṇi bachchī kō title hī diyā - pañjāb key|kī śhērnī .
209It is the place of the original establishment and therefore there are many more Shaktis. 210This is why your instrument Dadi Chandermani was given the title of "The Lioness of Punjab".
165Tō sab śēraṇiyā̃ hō nā !
211Therefore, all of you are lionesses, are you not?
166Kamzōr tō nahī̃ haĩ .
212You are not weak, are you?
167Pāṇḍav kamzōr tō nahī̃ , śhaktiśhālī hō nā ?
213Pandavas, you are not weak, are you? 214You are powerful, are you not?
168Kahō hā̃ jī .
215Say, "Ha ji!"
169Bāpdādā jāntē haĩ ēk ēk pañjāb kā śhēr yā śhērnī śhikār karnē mē̃ hōśhiyār hai .
216BapDada knows that each lion and lioness is clever at hunting.
170Śhēr tō śhikār karnē mē̃ hōśhiyār hōtā hai nā .
217Lions are clever at hunting, are they not?
171Tō āp kitnē hōśhiyār hō .
218So, all of you are very clever.
172Aglī season mē̃ sabsē jyādā saṅkhyā pañjāb lāyēgā .
219Next season, Punjab will bring the maximum quantity.
173Tō in advance mubārak hai .
220Therefore, congratulations in advance.
174Achchhā hai .
221It is good.
175Ēk ēk kō dēkh bāpdādā khuśh hōtē haĩ , vāh mērē serviceable bachchē vāh !
222BapDada is pleased to see each one: Wah My serviceable children, Wah!
176Pāṇḍav bhī vāh vāh haĩ .
223Pandavas are wonderful.
177Śhaktiyā̃ bhī vāh vāh haĩ .
224Shaktis are also wonderful.
178Abhī vāh bābā vāh kā nagāṛā bajāō .
225Now beat the drums of "Wah Baba, Wah!"
179Sab lōg kahē̃ - vāh hamārā bābā vāh !
226Everyone should say, "Wah our Baba! 227Wah!"
180Ṭhīk hai nā !
228Is this OK?
181Himmat hai ?
229Do you have the courage?
182Himmat bhī hai aur bāpdādā key|kī padmaguṇā madad bhī hai .
230You have courage and you also have multimillion-fold help from BapDada.
183Ṭhīk hai .
231It is fine.
184Dēkhō nām hī achal hai aur prēm hai . 185Jahā̃ prēm hai , achal hai tō sab kuchh ā gayā nā .
232Look, the names (of the instruments there) are Achal (Unshakeable) and Prem (Love).
186Chāhiē hī kyā , prēm chāhiē aur achal sthiti chāhiē aur kyā chāhiē .
233So, where there is love and where there is stability, there is everything, is there not? 234What more do you want?
187Aisē nimitt kā nām lē rahē haĩ .
235You want love and you want an unshakeable stage. 236What more do you want?
188Sabhī kā nām bahut arth|earth vālā hai .
237Baba is mentioning the names of such instrument souls.
189Sāmnē khaṛē haĩ tō dō kā nām lē rahē haĩ bākī haĩ sabhī ēk ēk ratna , bāpdādā K|kē diltakhtanaśhīn .
238Everyone's name is very meaningful. 239They are both standing in front of Baba and so Baba is mentioning the names of both of them.
190Tō ṭhīk hai nā . 191Double foreigners - double foreigners kō double naśhā hai .
240However, each of you is a jewel seated on BapDada's heart-throne. 241Is this OK?
192Kyō̃ double naśhā hai ? 193Kyōṅki samajhtē haĩ ki ham bhī jaisē bāp dūrdēśh K|kē haĩ nā , tō ham bhī dūrdēśh sē āyē haĩ .
242To the double foreigners: Double foreigners have double intoxication because they feel that just as the Father has come from a faraway land, so they too have come from far away.
194Bāpdādā nē double vidēśhī bachchō̃ key|kī ēk viśhēṣhtā dēkhī hai ki dīp sē dīp jagātē huē anēk dēśhō̃ mē̃ bāpdādā K|kē jagē huē dīpakō̃ key|kī dīvālī manā dī hai .
243BapDada has seen one speciality of the double-foreign children, that they ignite a lamp from another lamp and, in this way, they have celebrated the Diwali of the ignited lamps of BapDada in many countries.
195Abhī bhī sunā kitnē dēśh K|kē āyē haĩ ?
244Even now, Baba heard that children have come from so many lands.
196 ( 35 ) is turn mē̃ 35 dēśhō̃ K|kē āyē haĩ aur bāhar kitnē hōṅgē ?
245(35) Children from 35 countries have come to this meeting. 246And how many other countries are there outside?
197Tō double vidēśhiyō̃ kō sandēśh dēnē kā śhauk achchhā hai .
247So double foreigners have a great interest in giving the message.
198Her|har group mē̃ bāpdādā nē dēkhā 35-40 dēśhō̃ K|kē hōtē haĩ .
248BapDada has seen that in every group there are children from 35 to 40 countries.
199Mubārak hō .
249Congratulations!
200Sadā svayã bhī uṛtē rahō aur phariśhtē bankarkē uṛtē-uṛtē sandēśh dētē rahō .
250Constantly continue to fly and, as angels, continue to give the message while flying. 251It is good.
201Achchhā hai , āp 35 dēśh vālō̃ kō bāpdādā nahī̃ dēkh rahā hai aur bhī dēśh vālō̃ kō āpkē sāth dēkh rahē haĩ . 202Tō number one bāp samān bannē vālē hō nā !
252BapDada is not seeing just you of the 35 countries, but He is seeing those of other lands with you as well. 253Therefore, you are the number one souls who will become equal to the Father, are you not?
203Number one ki number-vār bannē vālē hō ?
254Are you number one or those who will become numberwise?
204Number one ?
255Are you number one?
205Number-vār nahī̃ ?
256Are you not numberwise?
206Number one bannā arthāt her|har samay win karnē vālē .
257To become number one means to win at every moment.
207Jō win kartē haĩ vah one hōtē haĩ .
258Those who win claim number one. 259You are like that, are you not?
208Tō aisē hō nā ?
260Very good.
209Bahut achchhā . 210Vijayī haĩ aur sadā vijayī rahnē vālē .
261You are victorious and are those who will always remain victorious.
211Achchhā aur sabhī kō , jahā̃ jahā̃ jāō vahā̃ yah smr̥iti dilānā ki sabhī double foreigners kō one number bannā hai .
262Achcha. 263Wherever you go, remind everyone that all double foreigners have to become number one.
212Achchhā - sabhī kō yād dēnā .
264Give everyone Baba's remembrance.
213Aur śhiv rātri yahā̃ manātē haĩ lēkin āp sandēśh tō dē saktē hō nā !
265These people celebrate Shiv Ratri here, but you can give the message, can you not?
214Tō jitnī saṅkhyā hai ussē double saṅkhyā dūsrē season mē̃ hōnī hī hai .
266Therefore, next season, there has to be double the number that there is now. 267There will be double the number, will there not?
215Hōgī nā ! 216Hōnī hai .
268There definitely has to be.
217Achchhā - bāpdādā sabhī mātāō̃ kō gaūpāl key|kī pyārī mātāō̃ kō bahut-bahut dil sē yādpyār dē rahē haĩ aur pāṇḍav chāhē youth hō , chāhē pravr̥ttivālē hō , pāṇḍav sadā pāṇḍavpati K|kē sāthī rahē haĩ , aisē sāthī pāṇḍavō̃ kō bhī bāpdādā bahut-bahut yādpyār dē rahē haĩ .
269Achcha. 270 BapDada is giving all the mothers, all the lovely mothers of Gaupal, lots and lots of love and remembrance from His heart. 271And the Pandavas - whether youth or householders - have always been companions of the Lord of the Pandavas. 272BapDada is giving lots and lots of love and remembrance to such Pandavas who are companions.
218Teachers sōch rahī haĩ hamkō tō dēkhā nahī̃ , dēkh rahē haĩ .
273Teachers are thinking that Baba has not seen them. 274Baba is seeing them.
219Teachers sē - teachers tō apnē features sē hī bāpdādā kā sākṣhātkār karānē vālī haĩ .
275To the teachers: Teachers are those who give a vision of BapDada through their features.
220Bāpdādā kā bhī aur apnē future kā bhī features dvārā pratyakṣha karnē key|kī sēvā viśhēṣh teachers kī hai .
276The teachers have the special service of revealing BapDada and their own future through their features.
221Har ēk kā features sadā hī jaisē pradarśhanī hō .
277Let each one's features always be like an exhibition.
222Pradarśhanī K|kē chitra svataḥ hī apnā parichay dētē haĩ tō āpkē features chaltā phirtā pradarśhanī hō aur har ēk kō svataḥ hī smr̥iti dilātē rahō .
278The pictures of an exhibition automatically give their own introduction. 279So your features should always be a mobile exhibition and automatically continue to remind each one.
223Samjhā .
280Do you understand?
224100 brāhmaṇō̃ sē uttam kumāriyō̃ kō bhī bahut-bahut yādpyār . 225Achchhā .
281Lots and lots of love and remembrance to the Kumaris who are more elevated than a 100 Brahmins.
226Bachchō̃ sē - bachchō̃ K|kē binā tō raunak hī nahī̃ hai .
282To the children: There is no splendour without children.
227Ghar kā śr̥ṅgār , bāpdādā kā śr̥ṅgār bachchē haĩ .
283Children are the decoration of the home, the decoration of BapDada.
228Bachchō̃ kō tō bāpdādā rājā bachchā K|kē rūp mē̃ dēkhtē haĩ .
284BapDada sees you children as kingly children. 285Each child is a kingly child.
229Ēk-ēk bachchā rājā bachchā hai .
286It is like this, is it not?
230Aisē hai nā !
287Is it like this, children?
231Aisē haĩ bachchē , rājā bachchē hō yā prajā bachchē hō ?
288Are you kingly children or subject children?
232Bahut achchhā .
289Very good.
233Bachchō̃ kō dēkhkar sab khuśh hōtē haĩ .
290Everyone is happy to see the children.
234Abhī bachchē kamāl karkē dikhānā .
291Now, children, perform wonders!
235Bachchē bhī apnē hamjins bachchō̃ kō taiyār karnā .
292You children too have to prepare your equals.
236Karē̃gē nā ! 237Achchhā .
293You will do this, will you not?
238Āj K|kē din kyā yād ātā hai ?
294Achcha. 295Dadis: What do you remember today?
239Will powers milī nā !
296You received will power, did you not?
240Will powers kā vardān hai .
297You have the blessing of will power.
241Bahut achchhā part bajāyā hai , iskī mubārak hai .
298You have played a very good part and therefore, congratulations!
242Sabhī key|kī duāyē̃ āpkō bahut haĩ .
299You have received many blessings from everyone.
243Āpkō dēkh karkē hī sabhī khuśh hō jātē haĩ , bōlō yā nahī̃ bōlō .
300Everyone becomes happy on seeing you, whether you speak or not.
244Āpkō kuchh hōtā hai nā tō sab aisē samajhtē haĩ hamkō hō rahā hai .
301When something happens to you, everyone feels that it has happened to them.
245Itnā pyār hai . 246Sabhī kā hai .
302Everyone has so much love.
247 ( hamārā bhī sabsē bahut pyār hai ) pyār tō hai bahut sabhī sē .
303Everyone has such love. 304You have a lot of love for everyone.
248Yah pyār hī sabhī kō chalā rahā hai .
305It is this love that is making everyone move.
249Dhārṇā kam hō jyādā hō , lēkin pyār chalā rahā hai .
306Whether there is more or less dharna, it is the love that is making them move.
250Bahut achchhā .
307Very good.
251Īśhū dādī sē - isnē bhī hisāb chuktū kar liyā .
308Ishu Dadi: This one has also settled her accounts. 309(Ishu Dadi had fallen and had to rest.)
252Kōī bāt nahī̃ .
310It doesn't matter.
253Iskā sahaj purūṣhārth , sahaj hisāb chuktū .
311This one's effort is easy. 312Her accounts are settled easily.
254Sahaj hī hō gayā , sōtē sōtē .
313It happened very easily while lying down.
255Ārām milā viṣhṇu K|kē muāphik .
314You received comfort like Vishnu.
256Achchhā .
315Achcha.
257Phir bhī sākār sē abhī tak yagya rakṣhak banē haĩ .
316Nevertheless, you have been a protector of the yagya from the sakar days until now.
258Tō yagya rakṣhak bannē key|kī duāyē̃ bahut hōtī haĩ .
317There are many blessings for being a protector of the yagya.
259Sabhī dādiyā̃ bāpdādā K|kē bahut-bahut samīp haĩ .
318All the Dadis are very, very close to BapDada.
260Samīp ratna haĩ aur sabkō dādiyō̃ kā mūlya hai .
319You are the jewels who are close. 320Everyone has a lot of value for the Dadis.
261Saṅgaṭhan bhī achchhā hai .
321The gathering is also good.
262Āp dādiyō̃ K|kē saṅgaṭhan nē itnē varṣh yagya key|kī rakṣhā kī hai aur kartē rahē̃gē .
322The gathering of you Dadis has protected the yagya for so many years and will continue to do so.
263Yah ēktā sabhī saphaltā kā ādhār hai .
323This unity is the basis of all success.
264 ( bābā bīch mē̃ hai ) bāp kō bīch mē̃ rakhā hai , yah attention bahut achchhā diyā hai .
324You have kept the Father in the middle. 325This attention you have kept is very good.
265Achchhā .
326Achcha.
266Sabhī ṭhīk haĩ .
327Are all of you fine?
267Mōhinī bahan sē - tabiyat ṭhīk hai , āpmē̃ bhī himmat achchhī hai , chalā lētī hō .
328Mohiniben: Is your health OK? 329You have good courage. 330You are able to cope with everything.
268Ātā hai aur chalā jātā hai , yah bhī śhakti hai .
331Something comes and it goes away. 332This too is a power.
269Manōhar dādī sē - prakr̥iti kō chalānē ā gayā hai .
333Manohar Dadi: You now know how to work with the elements.
270Purānī motor kō dhakkā bīch-bīch mē̃ dēnā hōtā hai .
334An old motor has to be pushed every now and again.
271Isliē chalā rahē hō , bahut achchhā chalā rahē hō .
335This is why you are making do with everything very well.
272Āp lōgō̃ kā hājir rahnā , yahī sab kuchh saphaltā hai .
336For all of you to remain present is success in everything.
273Achchhā hai .
337It is good.
274Sabhī smr̥iti divas dēkhnē vālī hō .
338All of you are going to see the day of remembrance.
275Achchhā .
339Achcha.
276Ōm śhānti .
340* * * * OM SHANTI * * * *