शनिवार 15 नवंबर 2003 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 115-11-03 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 15-11-2003 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2“ man kō ēkāgr kar , ēkāgratā kī śhakti dvārā phariśhtā sthiti kā anubhav karō ”

1Stabilise your mind and using the power of concentration, experience the angelic stage.

3Āj sarv khazānō̃ K|kē mālik apnē chārō̃ ōr K|kē sampann bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

2Today, the Master of all Treasures is looking at His children everywhere who are full.

4Har ēk bachchē kō sarv khazānō̃ K|kē mālik banāyā hai .

3He has made each and every child a master of all treasures.

5Aisā khazānā milā hai jō aur kōī dē nahī̃ saktā .

4You have received such treasures which no one else could give you.

6Tō har ēk apnē kō khazānō̃ sē sampann anubhav kartē hō  ?

5So, do each of you experience yourself to be full of all treasures?

7Sabsē śhrēṣhṭh khazānā hai gyān kā khazānā , śhaktiyō̃ kā khazānā , guṇō̃ kā khazānā , sāth-sāth bāp aur sarv brāhmaṇ ātmāō̃ dvārā duāō̃ kā khazānā .

6The most elevated treasures are the treasure of knowledge, the treasure of powers, the treasure of virtues and together with those you also have the treasure of the blessings from the Father and the whole Brahmin family.

8Tō check karō yah sarv khazānē prāpt haĩ  ?

7So, check: Have I received all of these treasures?

9Sarv khazānō̃ sē jō sampann ātmā hai uskī niśhānī sadā nayanō̃ sē , chēhrē sē , chalan sē khuśhī aurō̃ kō bhī anubhav hōgī .

8The sign of a soul who is full of all treasures is that others would also experience happiness from that soul's eyes, face and behaviour.

10Jō bhī ātmā samparka mē̃ bhī āyēgī vah anubhav karēgī ki yah ātmā alaukik khuśhī sē , alaukik nyārī dikhāī dētī hai .

9Any soul who comes into contact with such a soul would experience that that soul appears to be spiritual and different with alokik happiness.

11Āpkī khuśhī kō dēkh dūsrī ātmāyē̃ bhī thōṛē samay kē liē khuśhī anubhav karē̃gī .

10Seeing your happiness, other souls would also experience happiness for a short time.

12Jaisē āp brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī saphēd dress sabhī kō kitnī nyārī aur pyārī lagtī hai . 13Svachchhatā , sādgī aur pavitratā anubhav hōtī hai . 14Dūr sē hī jān jātē haĩ yah brahmākumār kumārī hai . 15Aisē hī āp brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē chalan aur chēhrē sē sadā khuśhī key|kī jhalak , khuśhnasīb key|kī phalak dikhāī dē .

11Just as everyone loves and feels that the white dress of you Brahmin souls is so lovely and unique that they experience cleanliness, simplicity and purity through it - they can tell from a distance that that one is a Brahma Kumar or Kumari - in the same way, the sparkle of happiness and the intoxication of being fortunate are always visible from the behaviour and face of you Brahmin souls.

16Āj sarv ātmāyē̃ mahān duḥkhī haĩ , aisī ātmāyē̃ āpkā khuśanumaḥcēharā dēkh , chalan dēkh ēk ghaṛī key|kī bhī khuśhī key|kī anubhūti karē̃ , jaisē pyāsī ātmā kō agar ēk būnd pānī key|kī mil jātī hai tō kitnā khuśh hō jātā hai . 17Aisē khuśhī key|kī añchalī ātmāō̃ kē liē bahut āvaśhyak hai .

12Today, all souls are greatly unhappy. 13Such souls, seeing your happy face and behaviour would experience happiness for even a moment. 14Just as when a thirsty soul receives even a drop of water, he feels so happy, in the same way, even a drop of happiness is extremely essential for souls.

18Aisē sarv khazānō̃ sē sadā sampann hō .

15In the same way, are you full of all treasures?

19Her|har brāhmaṇ ātmā svayã kō sarv khazānō̃ sē sadā bharpūr anubhav kartē hō vā kabhī-kabhī  ?

16Does each of you Brahmin souls experience yourself to be always full of all treasures, or only sometimes?

20Khazānē avināśhī haĩ , dēnē vālā dātā bhī avināśhī hai tō rahnā bhī avināśhī chāhiē kyōṅki āp jaisī alaukik khuśhī sārē kalp mē̃ sivāē āp brāhmaṇō̃ K|kē kiskō bhī prāpt nahī̃ hōtī .

17The treasures are imperishable, the Bestower who gives them to you is imperishable, and so they should remain imperishable because no one in the whole cycle apart from you Brahmin souls, receive the alokik happiness that you do.

21Yah abhī key|kī alaukik khuśhī ādhākalp prālabdh K|kē rūp mē̃ chaltī hai , tō sabhī khuśh haĩ  !

18The alokik happiness of this time continues for half the cycle in the form of a reward. 19So, are you happy? 20Are all of you happy?

22Ismē̃ tō sabhī nē hāth uṭhāyā , achchhā - sadā khuśh haĩ  ?

21All of you raised your hand for this. 22Good. 23Are you always happy?

23Kabhī khuśhī jātī tō nahī̃  ?

24Does your happiness never disappear?

24Kabhī-kabhī tō jātī hai  !

25Does it go away sometimes?

25Khuśh rahtē hō lēkin sadā ēkras , usmē̃ antar ā jātā hai .

26You remain happy, but there is a difference in remaining constantly happy.

26Khuśh rahtē hō lēkin percentage mē̃ antar ā jātā hai .

27You remain happy, but there is a difference in the percentage.

27Bāpdādā automatic T . V|we . sē sab bachchō̃ K|kē chēhrē dēkhtē rahtē haĩ .

28BapDada sees the faces of all the children on His automatic TV.

28Tō kyā dikhāī dētā hai  ?

29So, what does He see?

29Ēk din āp bhī apnē khuśhī K|kē chart kō check karō - amr̥itvēlē sē lēkar rāt tak kyā ēk jaisī percentage khuśhī kī rahtī hai  ?

30One day, you should also check your chart of happiness. 31From amrit vela till night time, does your happiness remain to the same percentage throughout the day?

30Vā badaltī hai  ?

32Or, does it change?

31Check karnā tō ātā hai nā , ājkal dēkhō science nē bhī checking key|kī machinery bahut tēj kar dī hai .

33You know how to check this, do you not? 34Nowadays, science has invented very accurate machinery for checking.

32Tō āp bhī check karō aur avināśhī banāō .

35So, you should check and make it imperishable.

33Sabhī bachchō̃ kā bāpdādā nē bhī vartamān purūṣhārth check kiyā . 34Purūṣhārth sab kar rahē haĩ - kōī yathā śhakti , kōī śhaktiśhālī .

36BapDada checked all the children's efforts of the present time. 37All are making effort, but some are making it according to their capacity and some are making effort powerfully.

35Tō āj bāpdādā nē sabhī bachchō̃ K|kē man key|kī sthiti kō check kiyā kyōṅki mūl hai hī manmanābhav .

38So, today, BapDada checked the stage of the mind of all the children, because the main thing is Manmanabhav.

36Sēvā mē̃ bhī dēkhō tō mansā sēvā śhrēṣhṭh sēvā hai .

39In terms of service too, service of the mind is the most elevated service.

37Kahtē bhī hō man jīt jagatjīt , tō man key|kī gati kō check kiyā .

40You say: Those who conquer the mind conquer the world. 41So Baba checked the condition of your mind.

38Tō kyā dēkhā  ?

42So, what did He see?

39Man K|kē mālik ban man kō chalātē hō lēkin kabhī-kabhī man āpkō bhī chalātā hai .

43You become the master of the mind and make it work. 44However, sometimes, your mind makes you work.

40Man parvaśh bhī kar dētā hai .

45The mind then controls you.

41Bāpdādā nē dēkhā man sē lagan lagātē haĩ lēkin man key|kī sthiti ēkāgr nahī̃ hōtī hai .

46So, BapDada saw that you have deep love with your mind, but your mind doesn't become concentrated and stable.

42Vartamān samay man key|kī ēkāgratā , ēkras sthiti kā anubhav karāyēgī .

47At the present time, a stable and concentrated mind will enable you to experience a constant stage.

43Abhī result mē̃ dēkhā ki man kō ēkāgr karnē chāhtē hō lēkin bīch-bīch mē̃ bhaṭak jātā hai .

48Just now, in the result, Baba saw that you want to make your mind concentrate, but it wanders away in-between.

44Ēkāgratā kī śhakti avyakt phariśhtā sthiti kā sahaj anubhav karāyēgī .

49The power of concentration easily enables you to experience the avyakt angelic stage.

45Man bhaṭaktā hai , chāhē vyarth bātō̃ mē̃ , chāhē vyarth saṅkalpō̃ mē̃ , chāhē vyarth vyavahār mē̃ .

50The mind wanders into wasteful situations, wasteful thoughts and in wasteful interaction.

46Jaisē kōī-kōī kō śharīr sē bhī ēkāgr hōkar baiṭhnē key|kī ādat nahī̃ hōtī hai , kōī kō hōtī hai .

51For instance, some people don't even have the habit of sitting still, even physically, whereas others do have that habit.

47Tō man jahā̃ chāhō , jaisē chāhō , jitnā samay chāhō utnā aur aisā ēkāgr hōnā iskō kahā jātā hai man vaśh mē̃ hai .

52So, when you are able to stabilise your mind where you want, as you want and for as long as you want, that is called having the mind under your control.

48Ēkāgratā kī śhakti , mālikpan key|kī śhakti sahaj nirvighna banā dētī hai .

53The power of concentration and the power of being a master easily make you free from obstacles.

49Yuddha nahī̃ karnī paṛtī hai .

54Then you don't have to battle.

50Ēkāgratā kī śhakti sē svataḥhī ēk bāp dūsrā na kōī - yah anubhūti hōtī hai .

55Using the power of concentration, you can easily experience belonging to the one Father and none other.

51Svataḥhōgī , mēhnat nahī̃ karnī paṛēgī .

56You will experience this automatically, you won't have to make effort.

52Ēkāgratā kī śhakti sē svataḥ hī ēkras phariśhtā svarūp key|kī anubhūti hōtī hai .

57Using the power of concentration, you automatically experience a constantly angelic form.

53Brahmā bāp sē pyār hai nā - tō brahmā bāp samān bannā arthāt phariśhtā bannā .

58You love Father Brahma. 59So, to become equal to Father Brahma means to become an angel.

54Ēkāgratā kī śhakti sē svataḥhī sarv prati snēh , kalyāṇ , sammān key|kī vr̥itti rahtī hī hai kyōṅki ēkāgratā arthāt svamān key|kī sthiti .

60Using the power of concentration, you automatically have love, benevolence and an attitude of regard for everyone because stability means the stage of self-respect.

55Phariśhtā sthiti svamān hai . 56Jaisē brahmā bāp kō dēkhā , varṇan bhī kartē hō jaisē sampannatā kā samay samīp ātā rahā tō kyā dēkhā  ?

61The angelic stage is your self-respect, just as you saw Father Brahma and you also speak about that. 62What did you see as the time of perfection continued to come closer? 63The walking and moving angelic form.

57Chaltā-phirtā phariśhtā rūp , dēhbhān rahit .

64He was beyond any consciousness of the body.

58Dēh key|kī feeling ātī thī  ?

65Did you ever have a feeling of the body?

59Sāmnē jātē rahē tō dēh dēkhnē ātī thī yā phariśhtā rūp anubhav hōtā thā  ?

66When he was walking in front of you, were you able to see the body or did you experience the angelic form?

60Karma kartē bhī , bātchīt kartē bhī , direction dētē bhī , umaṅg-utsāh baṛhātē bhī dēh sē nyārā , sūkṣhma prakāśh rūp key|kī anubhūti key|kī .

67When he was performing actions, speaking, giving directions or giving zeal and enthusiasm, he was detached from the body; you experienced a subtle form of light.

61Kahtē hō nā ki brahmā bābā bāt kartē-kartē aisē lagtā thā jaisē bāt kar bhī rahā hai lēkin yahā̃ nahī̃ hai , dēkh rahā hai lēkin dr̥iṣhṭi alaukik hai , yah sthūl dr̥iṣhṭi nahī̃ hai .

68You say, do you not, that as Brahma Baba was speaking, it felt as though as he was speaking to you, but that he wasn't there? 69He was looking at you, but his vision was alokik. 70It wasn't this physical vision.

62Dēh-bhān sē nyārā , dūsrē kō bhī dēh kā bhān nahī̃ āyē , nyārā rūp dikhāī dē , iskō kahā jātā hai dēh mē̃ rahtē phariśhtā svarūp .

71He was beyond any consciousness of the body. 72When others also don't feel consciousness of the body, when they see your unique form, that is called being in the angelic form whilst being in the body.

63Her|har bāt mē̃ , vr̥itti mē̃ , dr̥iṣhṭi mē̃ , karma mē̃ nyārāpan anubhav hō .

73Let there be the experience of uniqueness in every situation in your attitude, vision and actions.

64Yah bōl rahā hai lēkin nyārā-nyārā , pyārā-pyārā lagtā hai . 65Ātmik pyārā .

74He was speaking, but you felt it to be very detached and loving - loving in a soul-conscious way.

66Aisē phariśhtēpan key|kī anubhūti svayã bhī karē aur aurō̃ kō bhī karāyē kyōṅki binā phariśhtā banē dēvtā nahī̃ ban saktē haĩ .

75In the same way, you yourself should experience the angelic stage and also give this experience to others, because without becoming an angel, you cannot become a deity.

67Phariśhtā sō dēvtā hai .

76Angels are deities.

68Tō number one brahmā key|kī ātmā nē pratyakṣha sākār rūp mē̃ bhī phariśhtā jīvan kā anubhav karāyā aur phariśhtā svarūp ban gayā .

77So, Brahma, the number one soul gave the experience of the angelic life in his practical life, and he became the angelic form. 78Together with that angelic form, all of you also have to become angels and go to the supreme abode.

69Usī phariśhtē rūp kē sāth āp sabhī kō bhī phariśhtā ban paramdhām mē̃ chalnā hai .

79For this, pay attention to stability of the mind. 80Make your mind work under your orders.

70Tō iskē liē man key|kī ēkāgratā par attention dō . 71Order sē man kō chalāō .

81When you have to do something, those actions should be performed with your mind.

72Karnā hai tō man dvārā karma hō , nahī̃ karnā hai aur man kahē karō , yah mālikpan nahī̃ hai .

82If you don't want to do something and your mind says that you have to do it, that is not being a master.

73Abhī kaī bachchē kahtē haĩ , chāhtē nahī̃ haĩ lēkin hō gayā .

83At the moment, some children say: I didn't want to do that, but it happened.

74Sōchtē nahī̃ haĩ lēkin hō gayā , karnā nahī̃ chāhiē lēkin hō jātā hai .

84I wasn't thinking that, but it just happened. 85I shouldn't have done it, but it just happened.

75Yah hai man K|kē vaśhībhūt avasthā .

86This is the stage of being controlled by the mind.

76Tō aisī avasthā achchhī tō nahī̃ lagtī hai nā  !

87You don't like such a stage, do you? 88Follow Father Brahma.

77Follow brahmā bāp .

89You saw Father Brahma.

78Brahmā bāp kō dēkhā sāmnē khaṛē hōtē bhī kyā anubhav hōtā  ?

90What did you experience when he was standing in front of you?

79Phariśhtā khaṛā hai , phariśhtā dr̥iṣhṭi dē rahā hai .

91That an angel was standing there, an angel was giving you drishti.

80Tō man K|kē ēkāgratā kī śhakti sahaj phariśhtā banā dēgī .

92So, the power of the concentration of the mind will easily make you into an angel.

81Brahmā bāp bhī bachchō̃ kō yahī kahtē haĩ - samān banō .

93Father Brahma also tells you children: Become equal.

82Śhiv bāp kahtē haĩ nirākārī banō , brahmā bāp kahtē haĩ phariśhtā banō .

94Father Shiva says: Become incorporeal, and Father Brahma says: Become an angel.

83Tō kyā samjhā  ?

95So what did you understand?

84Result mē̃ kyā dēkhā  ?

96What did Baba see as a result?

85Man key|kī ēkāgratā cum|kam hai .

97Concentration of the mind is lacking.

86Bīch-bīch mē̃ chakkar bahut lagātā hai man , bhaṭaktā hai .

98The mind tours around a lot in-between, it wanders away.

87Jahā̃ jānā nahī̃ chāhiē vahā̃ jātā hai tō uskō kyā kahē̃gē  ? 88Bhaṭaknā kahē̃gē nā  !

99If it goes where it shouldn't go, what would you call that? 100You would call that wandering, would you not?

89Tō ēkā-gratā key|kī śhakti kō baṛhāō .

101So, increase the power of concentration.

90Mālikpan K|kē stage key|kī seat par set rahō .

102Remain set on the seat of the stage of a master.

91Jab set hōtē haĩ tō upset nahī̃ hōtē , set nahī̃ haĩ tō ap-sēṭ hōtē haĩ .

103When you are set, you don't become upset. 104When you are not set, you become upset.

92Tō bhinn-bhinn śhrēṣhṭh sthitiyō̃ key|kī seat par set rahō , iskō kahtē haĩ ēkāgratā kī śhakti .

105Therefore, remain set on the seat of the various elevated stages. 106This is called the power of concentration with stability.

93Ṭhīk hai  ?

107Is this OK?

94Brahmā bāp sē pyār hai nā  !

108You love Father Brahma, do you not?

95Kitnā pyār hai  ?

109How much love do you have?

96Kitnā hai  ?

110How much? 111A lot!

97Bahut pyār hai  !

112You have a lot of love.

98Tō pyār kā respond bāp kō kyā diyā hai  ?

113So what response of love did you give?

99Bāp kā bhī pyār hai tab tō āpkā bhī pyār hai nā  !

114The father also loves you and this is why you love him.

100Tō return kyā diyā  ?

115So, what did you give as a return?

101Samān bannā - yahī return hai .

116To become equal is the return.

102Achchhā .

117Achcha.

103Yah season kā first turn hai .

118This is the first turn of the season.

104Tō first mē̃ first number ā gayē haĩ .

119So, you claimed the first number in the first turn.

105Bāpdādā kō bhī jitnē jyādā bachchē dikhāī dētē tō achchhā lagtā hai .

120BapDada also likes it that much more when He sees more children here.

106Jitnā hall|hāl banāyā hai utnē hī ātē haĩ .

121However big a hall you make, that many children come.

107Abhī baṛā hall|hāl banāō tō bahut āvē̃ .

122If you now make a bigger hall, then many more will come.

108Abhī dēkhō tō full hō gayā hai nā  !

123If you look at the hall now, it is full, is it not?

109Full hōnā iśhārā kartā hai ki aur baṛā banāō .

124When it becomes full, it is signalling that you have to make a bigger hall.

110Hall|hāl saj jātā hai nā  !

125The hall becomes decorated, does it not?

111Aur aisī śhrēṣhṭh ātmāō̃ sē hall|hāl sajā huā hai tō kitnā achchhā lagtā hai .

126And, it looks so good when the hall becomes decorated with such elevated souls.

112Madhuban vālō̃ kō bhī , chāhē śhāntivan hō , chāhē pāṇḍav bhavan hō , agar khālī-khālī hōtā hai tō achchhā nahī̃ lagtā hai nā .

127Those from Madhuban too, whether it is Pandava Bhavan or Shantivan, you don't like it when it is empty, do you? 128You like it when it is full.

113Bharā huā hōtā hai tō achchhā lagtā hai ki madhuban vālō̃ kō ēkānt chāhiē  ?

129Or, do those from Madhuban want solitude? 130Do you want solitude?

114Ēkānt chāhiē vā saṅgaṭhan , rimjhim achchhī lagtī hai  ?

131Or, does the gathering and the sparkle of activity feel good?

115Phir bhī bīch mē̃ ēkānt bhī mil jātī hai .

132Nevertheless, you still get your solitude in-between.

116Achchhā .

133Achcha.

117Double vidēśhī bhī āyē haĩ .

134Double foreigners too have come.

118Achchhā hai , double vidēśhiyō̃ sē bhī madhuban kā śhrr̥iṅgār hō jātā hai .

135It is good. 136Madhuban becomes decorated with the double foreigners.

119International hō jātā hai nā  !

137It becomes international.

120Achchhā hai , bāpdādā nē dādī kā saṅkalp sunā .

138It is good. 139BapDada heard Dadi's thought.

121 ( āj savērē class mē̃ dādī jī nē sabhī kō dēśh-vidēśh mē̃ sēvā key|kī dhūm machānē kā saṅkalp diyā thā , bhārat kā kōī bhī gānv , kōī bhī dēśh is varṣh sandēśh sē vañchit na rahē , aisā plan banāō ) saṅkalp diyā hai nā - achchhā hai .

140(Today, in morning class, Dadiji had the thought of creating enthusiasm for service in this land and abroad. 141She was inspiring everyone to make a plan so that not a single village of Bharat or any country would be deprived of receiving Baba's message.) 142You had the thought - that is good.

122Dēkhē̃gē vidēśh pūrā kartā hai yā bhārat pūrā kartā hai  !

143We shall see whether the foreign lands or Bharat fulfil that thought. 144The message should be received.

123Sandēśh tō milnā chāhiē .

145You have received so much attainment!

124Itnī āpkō prāpti huī , bāp milā , khazānā milā , pālnā milī , kam sē kam apnē bhāī-bahinō̃ kō sandēśh tō pahuñchānā chāhiē .

146You have found the Father, you have received treasures, you have received sustenance. 147Therefore, at least, you should enable the message to reach your brothers and sisters.

125Ulhanā tō nahī̃ dēgē nā ki hamkō patā hī nahī̃ .

148Then, they would not complain, would they that they didn't know?

126Tō sandēśh jarūr dēnā , āvaśhyak hai .

149So, definitely give the message. 150That is essential.

127Aur muśhkil kyā hai  ?

151What is difficult anyway?

128Har ēk zone apnē-apnē zone K|kē side kō bāṇṭō , aur kyā hai  !

152Each zone should split up into different areas in their zone. 153What else is there?

129Her|har zone mē̃ kitnē centre haĩ , ēk-ēk centre kō bhī bāṇṭō̃ tō kyā baṛī bāt hai .

154How many centres are there in each zone? 155It is not a big thing to divide them amongst each centre.

130Dēkhō , madhuban mē̃ vargākaraṇ key|kī sēvā hōtī hai , ussē āvāj chārō̃ ōr phailtā hai .

156Look, when the different wings' service takes place in Madhuban, the sound from that spreads everywhere.

131Āp dēkhē̃gē jab sē yah vargākaraṇ key|kī sēvā śhurū kī hai tō I|āī|eye . pī|P . quality mē̃ āvāj jyādā phailā hai .

157You have seen that the sound has spread a lot more in IP quality souls since the service of different professions started.

132V|we . V|we . I|āī|eye . pī|P . key|kī tō bāt chhōṛō , unhō̃ kō phursat kahā̃ hai .

158Put aside the VVIPs, they don't have any time!

133Aur baṛē-baṛē programme kiyē haĩ ussē bhī āvāj tō phailtā hai .

159And you have also had many other big programmes, and the sound spreads from those too.

134Abhī dēhlī aur kalkattā kar rahē haĩ nā  !

160Now, Delhi and Calcutta are going to do this, are they not?

135Achchhē plan banā rahē haĩ .

161They are making good plans.

136Mēhnat bhī achchhī kar rahē haĩ .

162They are also making good effort.

137Bāpdādā kē pās samāchār pahuñchtā rahtā hai .

163News continues to reach BapDada.

138Dēhlī kā āvāj foreign tak pahuñchnā chāhiē .

164The sound from Delhi should reach the lands abroad.

139Media vālē kyā kartē haĩ  ?

165What are those from the media doing?

140Sirph bhārat tak .

166They are only making it reach Bharat.

141Foreign sē āvāj āyē ki dēhlī mē̃ yah programme huā , kalkattā mē̃ yah programme huā .

167The sound should come from abroad that this programme took place in Delhi, and that this programme took place in Calcutta.

142Yah vahā̃ kā āvāj India mē̃ āvē .

168This sound from abroad should come to India.

143India K|kē kumbhakaraṇ tō vidēśh sē jāgnē haĩ nā  !

169The Kumbhakarnas of India are going to be awakened by those from abroad, are they not?

144Tō vidēśh key|kī khabar kā mahatva hōtā hai .

170News from abroad has more importance.

145Programme bhārat mē̃ hō aur samāchār vidēśh key|kī akhbārō̃ sē pahuñchē tab phailēgā .

171When a programme takes place in Bharat and they receive news of that in the newspapers abroad, the sound will then spread.

146Bhārat kā āvāj vidēśh mē̃ pahuñchē aur vidēśh kā āvāj bhārat mē̃ pahuñchē , uskā prabhāv hōtā hai .

172The sound of Bharat should reach abroad and the sound abroad should reach Bharat. 173Then that would create an impact.

147Achchhā hai .

174It is good.

148Programme jō banā rahē haĩ , achchhē banā rahē haĩ .

175The programmes that you are organising are good.

149Bāpdādā dēhlī vālō̃ kō bhī muhabbat K|kē mēhnat key|kī mubārak dētē haĩ .

176BapDada is congratulating those from Delhi for the efforts of their love.

150Kalkattā vālō̃ kō bhī inaēḍ-vā̃s mubārak hai kyōṅki sahyōg , snēh aur himmat jab tīnō̃ bātē̃ mil jātī haĩ tō āvāj buland hōtā hai .

177Those from Calcutta also receive congratulations in advance because the sound is heard loudly when co-operation, love and courage - all three - are united.

151Āvāj phailēgā , kyō̃ nahī̃ phailēgā .

178The sound will spread. 179Why would it not spread?

152Abhī media vālē yah kamāl karnā , sabhī nē T . V|we . mē̃ dēkhā , yah T . V|we . mē̃ āyā , sirph yah nahī̃ .

180Now, those of you from the media perform this wonder. 181Everyone saw it on the TV, this came on the TV. 182There shouldn't be just this.

153Vah tō bhārat mē̃ ā rahā hai .

183That is happening in Bharat.

154Abhī aur vidēśh tak pahuñchō .

184Now, reach the lands abroad.

155Abhī dēkhē̃gē yah sāl āvāj phailānē kā kitnā himmat aur jōr-śhōr sē manātē hō .

185Now, this year, we shall see how much you are celebrating with courage and great force to make the sound spread everywhere.

156Bāpdādā kō samāchār milā ki double foreigners kō bahut umaṅg hai .

186BapDada has received news that the double foreigners have a lot of zeal and enthusiasm.

157Hai nā  ?

187It is good.

158Achchhā hai . 159Ēk dō kō dēkh aur umaṅg ātā hai , jō ōṭē vah brahmā samān .

188Seeing one another, there is greater enthusiasm. 189Those who take the initiative are equal to Brahma.

160Achchhā hai .

190It is good.

161Tō dādī kō bhī saṅkalp ātā hai , busy karnē kā tarīkā achchhā ātā hai .

191So, Dadi also has the thought. 192It is a good way to keep you busy.

162Achchhā hai , nimitt hai nā .

193It is good. 194She is an instrument.

163Achchhā - sabhī uṛtī kalā vālē hō  ?

195Achcha. 196Are all of you those in a flying stage?

164Uṛtī kalā fast kalā hai .

197The flying stage is the fast stage.

165Chaltī kalā , chaṛhtī kalā yah fast kalā nahī̃ hai .

198The walking stage or the climbing stage is not a fast stage.

166Uṛtī kalā fast bhī hai aur first lānē vālī bhī hai .

199The flying stage is fast and it also enables you to come first.

167Achchhā -

200Achcha.

168Mātāyē̃ kyā karē̃gī  ?

201What will the mothers do?

169Mātāyē̃ apnē hamjins kō jagāō .

202Mothers, awaken your equals.

170Kam sē kam mātāyē̃ kōī ulhanā dēnē vālī nahī̃ rah jāyē̃ .

203At least, none of the mothers should remain who would then complain.

171Mātāō̃ key|kī saṅkhyā sadā jyādā hōtī hai .

204The number of the mothers is always the biggest number.

172Bāpdādā kō khuśhī hōtī hai aur is group mē̃ sabhī key|kī saṅkhyā achchhī āī hai .

205BapDada is pleased. 206And in this group, there is a good number of all groups.

173Kumār key|kī saṅkhyā bhī achchhī āī hai .

207A good number of kumars have come.

174Dēkhō , kumār apnē hamjins kō jagāō .

208Now, kumars, awaken your equals.

175Achchhā hai .

209It is good.

176Kumār yah kamāl dikhāvē̃ ki svapn mātra pavitratā mē̃ paripakva haĩ .

210Kumars should show the wonder that, even in their dreams, they are very firm in their purity.

177Bāpdādā viśhva mē̃ challenge karkē batāyē ki brahmākumār youth kumār , double kumār haĩ nā .

211BapDada should be able to challenge the world: You are Brahma Kumars, youth kumars; you are double kumars, are you not?

178Brahmākumār bhī hō aur śharīr mē̃ bhī kumār hō .

212You are Brahma Kumars and physically too, you are kumars.

179Tō pavitratā key|kī paribhāṣhā practical mē̃ hō .

213So, let there be the definition of purity in a practical way.

180Tō order karē̃ , āpkō check karē̃ pavitratā kē liē .

214Therefore, should Baba give an order to check you in your purity?

181Karē̃ order  ?

215Should Baba give an order?

182Ismē̃ hāth nahī̃ uṭhā rahē haĩ .

216Should He? 217You are not raising your hands for this.

183Maśhīnē̃ hōtī haĩ check karnē key|kī .

218There are machines to check this.

184Svapn tak bhī apavitratā himmat nahī̃ rakhē .

219Impurity should not even have the courage to come in your dreams.

185Kumāriyō̃ kō bhī aisē bannā hai , kumārī arthāt pūjya pavitra kumārī .

220The same should be for the kumaris too. 221A kumari means a worthy-of-worship pure kumari.

186Kumār aur kumāriyā̃ yah bāpdādā kō promise karē̃ ki ham sabhī itnē pavitra haĩ jō svapn mē̃ bhī saṅkalp nahī̃ ā saktā , tab kumār aur kumāriyō̃ key|kī pavitratā ceremony manāyēṅgē .

222Kumars and kumaris should promise BapDada: We are all so pure that there cannot be any (impure) thoughts even in our dreams. 223Only then will the purity ceremony of kumars and kumaris be celebrated.

187Abhī thōṛā-thōṛā hai , bāpdādā kō patā hai .

224Now there is a little (impurity). 225BapDada knows about it.

188Apavitratā key|kī avidyā hō kyōṅki nayā janma liyā nā .

226There should be ignorance of impurity because you have taken a new birth, have you not?

189Apavitratā āpkē past janm key|kī bāt hai .

227Impurity is something of your past birth.

190Marjīvā janm , janm hī brahmā mukh sē pavitra janm hai .

228This is your birth in which you have died alive.

191Tō pavitra janm key|kī maryādā bahut āvaśhyak hai .

229Your very birth is a pure birth through the mouth of Brahma.

192Kumār kumāriyō̃ kō yah jhaṇḍā laharānā chāhiē .

230So, the code of conduct of the pure birth is essential.

193Pavitra haĩ , pavitra saṅskār viśhva mē̃ phailāyēṅgē , yah nārā lagē .

231Kumars and kumaris should hoist this flag: We are pure and we will spread pure sanskars in the world.

194Sunā kumāriyō̃ nē .

232Let this slogan be chanted.

195Dēkhō kumāriyā̃ kitnī haĩ .

233Did the kumaris hear this? 234Look how many kumaris there are!

196Abhī dēkhē̃gē kumāriyā̃ yah āvāj phailātī haĩ yā kumār  ?

235Now, we shall see whether the kumaris spread this sound or the kumars do.

197Brahmā bāp kō follow karō .

236Follow Father Brahma.

198Apavitratā kā nām niśhān nahī̃ , brāhmaṇ jīvan mānā yah hai .

237There should be no name or trace of impurity. 238This is what Brahmin life means.

199Mātāō̃ mē̃ bhī mōh hai tō apavitratā hai .

239Mothers too have impurity when they have attachment.

200Mātāyē̃ bhī brāhmaṇ haĩ nā .

240You mothers are also Brahmins, are you not?

201Tō nā mātāō̃ mē̃ , nā kumāriyō̃ mē̃ , nā kumār mē̃ , na adhar kumār kumāriyō̃ mē̃ .

241So, this should not exist in the mothers, in the kumaris, in the kumars or even the half kumars and kumaris.

202Brāhmaṇ mānā hī hai pavitra ātmā .

242A Brahmin means a pure soul.

203Apavitratā kā agar kōī kārya hōtā bhī hai tō yah baṛā pāp hai .

243If there is any work of impurity, that is considered to be a great sin.

204Is pāp key|kī sajā bahut kaṛī hai .

244Punishment for that sin is very severe.

205Aisē nahī̃ samajhnā yah tō chaltā hī hai . 206Thōṛā bahut tō chalēgā hī , nahī̃ .

245Don't think that it is OK, that it happens all the time, that a little of this would always be there.

207Yah first subject hai .

246No. 247This is the first subject.

208Navīntā hī pavitratā kī hai .

248The newness is of purity.

209Brahmā bāp nē agar gāliyā̃ khāī tō pavitratā K|kē kāraṇ .

249The insults that Father Brahma took were because of purity.

210Hō gayā , aisē chhūṭē̃gē nahī̃ . 211Albēlē nahī̃ banō ismē̃ .

250You can't excuse yourself by saying: It just happened.

212Kōī bhī brāhmaṇ chāhē surrender hai , chāhē sēvādhārī hai , chāhē pravr̥itti vālā hai , is bāt mē̃ dharmarāj bhī nahī̃ chhōṛēgā , brahmā bāp bhī dharmarāj kō sāth dēgā .

251Don't be careless about this. 252Dharamraj will not leave any Brahmin alone in this, whether he or she is surrendered, a server, or a householder. 253Father Brahma will also side with

213Isliē kumār kumāriyā̃ kahā̃ bhī hō , madhuban mē̃ hō , centre par hō lēkin iskī chōṭ , saṅkalp mātra key|kī chōṭ bahut baṛī chōṭ hai .

254Dharamraj. 255Therefore, kumars and kumaris, wherever you are, whether in Madhuban or at the centres, the suffering of this, even in your thoughts is a very big suffering and pain.

214Gīt gātē hō nā - pavitra man rakhō , pavitra tan rakhō … gīt hai nā āpkā .

256You sing the song: Keep your mind pure, keep your body pure. 257This is your song, is it not?

215Tō man pavitra hai tō jīvan pavitra hai ismē̃ halkē nahī̃ hōnā , thōṛā kar liyā kyā hai  !

258So, when your mind is pure, your life is pure. 259Don't be light about this, saying, "What does it matter if you do it a little?"

216Thōṛā nahī̃ hai , bahut hai .

260It is not a little, it is a lot.

217Bāpdādā official iśhārā dē rahā hai , ismē̃ nahī̃ bach sakē̃gē .

261BapDada is giving you an official warning. 262You will not be able to be saved in this.

218Iskā hisāb-kitāb achchhī tarah sē lē̃gē , kōī bhī hō .

263He will take this into account very clearly, no matter who it is.

219Isliē sāvdhān , attention .

264Therefore, be cautious. 265Attention!

220Sunā - sabhī nē dhyān sē .

266Did all of you listen with attention?

221Dōnō̃ kān khōl K|kē sunnā .

267Listen with both ears open!

222Vr̥itti mē̃ bhī touching nahī̃ hō .

268Let there not be any touching even through your attitude.

223Dr̥iṣhṭi mē̃ bhī touching nahī̃ .

269There should be no touching even through your vision.

224Saṅkalp mē̃ nahī̃ tō vr̥itti dr̥iṣhṭi kyā hai  !

270If it doesn't exist in your thoughts, how could it be there in your attitude or vision?

225Kyōṅki samay sampannatā kā samīp ā rahā hai , bilkul pure bannē kā .

271This is because the time for becoming complete, the time for becoming completely pure, is coming close.

226Usmē̃ yah chīz tō pūrā hī saphēd kāgaj par kālā dāg hai .

272When there is this impurity, it is like a black mark on a white piece of paper.

227Achchhā - sabhī jahā̃-jahā̃ sē bhī āyē haĩ , sab taraph sē āyē huē bachchō̃ kō mubārak hō .

273Achcha. 274Wherever all of you have come from, congratulations to the children who have come from everywhere.

228Sēvā kā turn karnāṭak kā hai  : achchhā chance hai .

275This time, it was Karnataka who served the groups: This is a good chance.

229Karnāṭak K|kē sēvādhārī uṭhō .

276Servers from Karnataka, stand up!

230Bahut sēvādhārī ā gayē haĩ .

277Many servers have come.

231Ādhī sabhā tō karnāṭak hai .

278Half the gathering is from Karnataka.

232Bahut achchhā .

279Very good.

233 ( 2500 karnāṭak K|kē haĩ ) achchhā hai , vr̥iddhi achchhī hai .

280(2500 people have come from Karnataka.) 281It's good. 282There is good expansion.

234Tō vidhi aur vr̥iddhi dōnō̃ kā balance rakhnē vālē .

283You are those who keep a balance of the method and the expansion.

235Abhī karnā-ṭak nē nāṭak mē̃ hero part nahī̃ bajāyā hai .

284As yet, Karnataka has not played a hero part in the play.

236Karnāṭak nām hī hai , nāṭak karnē vālē , nāṭak mē̃ bhī hero part karnē vālē .

285Your name is Karnataka, those who perform a play (natak). 286And, in the play, the ones who play a hero part.

237Tō hero part nahī̃ bajāyā hai .

287So, you haven't yet performed a hero part.

238Saṅkhyā achchhī hai , uskī mubārak hai .

288The numbers are good, congratulations for that.

239Abhī kōī hero part bajāō jō kisī zone nē nahī̃ kiyā hō .

289Now, perform a hero part that no other zone has performed as yet.

240Lākh kō ikaṭṭhā karnā yah tō common hō gayā .

290To gather a hundred thousand together is common now.

241Kōī navīntā karkē dikhāō jō sabhī hear-hear karē̃ .

291Now, perform some newness that everyone applauds. 292You can do it.

242Kar saktē haĩ lēkin abhī gupta haĩ , pratyakṣha nahī̃ huē haĩ .

293However, you are now incognito. 294You haven't revealed yourselves as yet.

243Tō teachers karnā hai nā  !

295So, teachers, you are going to do this, are you not?

244Kōī hero part karkē dikhāō .

296Perform a hero part and show everyone.

245Centre khōlā , gītā pāṭhśhālā khōlī - yah tō common hō gayā .

297"We opened a centre, we opened a Gita Pathshala" - that is common.

246Naī bāt karkē dikhāō .

298Now, do something new!

247Pāṇḍav karē̃gē nā naī bāt . 248Naī bāt karē̃gē nā  !

299Pandavas, you will do something new, will you not?

249Hā̃ , achchhē achchhē purānē-purānē serviceable haĩ . 250Karō kamāl .

300You will do something new, will you not? 301Yes. 302There are very good, old serviceable children.

251Jō sārē zone tāliyā̃ bajāvē̃ .

303Perform wonders so that all the zones applaud.

252Bāpdādā key|kī karnāṭak mē̃ ummīdē̃ bahut haĩ .

304BapDada has many hopes in those from Karnataka.

253Lēkin abhī ummīdō̃ K|kē hī tārē haĩ , abhī ummīdō̃ K|kē tārē sē saphaltā K|kē tārē pratyakṣha hō jāō .

305However, as yet, you are only stars of hope. 306Now, from being stars of hope, be revealed as stars of success.

254Hōnā hai , ṭhīk hai  ?

307You have to become this.

255Teachers bhī bahut haĩ .

308Is this OK? 309There are also many teachers.

256Sirph teachers hāth uṭhāō .

310Just the teachers, raise your hands!

257Dēkhō , kitnī teachers haĩ .

311Look how many teachers there are!

258Pāṇḍav bhī haĩ .

312There are also the Pandavas.

259Zone K|kē head bhī haĩ nā , vah bhī hāth uṭhāō .

313There are also the heads of the zones. 314Raise your hands!

260Dēkhō kitnē hands haĩ .

315Look how many hands there are!

261Bahut achchhē-achchhē hands haĩ sirph abhī pardē K|kē andar haĩ , stage par nahī̃ āyē haĩ .

316There are very good hands, but it is just that, at the moment, they are behind the curtains, they haven't yet come onto the stage.

262Achchhā - mubārak hō .

317Achcha. 318Congratulations.

263Indore kanyā chātrāvās key|kī kumāriyō̃ sē  : kumāriyā̃ abhī kamāl karē̃gī yā sirph dance karē̃gī  ?

319BapDada speaking to the Kumaris from the Indore Hostel: Will you kumaris now perform wonders, or will you just perform dances?

264Abhī jitnī chhōṭī utnī kamāl karkē dikhāō .

320Now, to the extent that you are young, so perform great wonders.

265Chhōṭī kumārī challenge karē .

321You young kumaris should issue a challenge.

266Anubhav K|kē ādhār sē challenge karē tō sab lōg prabhāvit hō jātē haĩ .

322When you issue a challenge on the basis of your experience, everyone will be impressed.

267Achchhā hai apnī jīvan kō safe tō kar liyā hai .

323It is good that you have made your life safe.

268Duniyā K|kē saṅg sē bach gaī hō .

324You have been protected from the company of the world.

269Abhī āpas mē̃ aisē plan banāō .

325Now, make such plans amongst yourselves.

270Kōī sēvā kā nayā plan sōchō , chhōṭē hōtē bhī kamāl kā plan banākē dikhāō .

326Think of a new plan for service, so that even though you are young, you can demonstrate this by making wonderful plans.

271Kar saktē haĩ .

327You can do it.

272Dēkhō , jab sthāpanā huī tō chhōṭī-chhōṭī kumāriyō̃ nē hī tō kamāl key|kī nā .

328Look, when establishment took place, it was the young kumaris who performed wonders, was it not?

273Āp bhī kōī kamāl kā plan banāō .

329You too should create a wonderful plan.

274Achchhā hai .

330It is good.

275Saṅg achchhā hai , vātāvaraṇ achchhā hai , safety bhī hai , samay bhī hai , abhī plan banānā .

331You have good company, a good atmosphere, you have safety, and you also have time. 332Therefore, now make a plan.

276Ṭhīk hai nā .

333Is this OK?

277Banāyēṅgī plan  ?

334Will you make plans?

278Aisā plan banāō jō baṛē tō baṛē rahē̃ chhōṭē subhānaallā hō jāē̃ .

335Make such a plan that the older ones remain as they are, and the young ones become equal to Allah.

279Achchhā .

336Achcha.

280Achchhā - man kō order sē chalāō .

337Achcha, make your mind work under your orders.

281Second mē̃ jahā̃ chāhō vahā̃ man lag jāyē , ṭik jāyē .

338You should be able to connect your mind wherever you want in a second.

282Yah exercise karō .

339It should be fixed there.

283 ( drill ) achchhā - kaī jagah bachchē sun rahē haĩ .

340Perform this exercise. 341Achcha. 342Children in many places are listening to Baba.

284Yād bhī kar rahē haĩ , sun bhī rahē haĩ .

343They are remembering Baba and also listening to Him.

285Yah sunkar khuśh bhī hō rahē haĩ ki science K|kē sādhan vāstav mē̃ sukh-dāī āp bachchō̃ kē liē haĩ .

344They are also happy to hear this. 345In fact, the facilities of science are bestowers of happiness for you children.

286Chārō̃ ōr K|kē sarv khazānō̃ sē sadā sampann bachchō̃ kō , sadā khuśhnasīb , khuśanumaḥcēharē aur chalan sē khuśhī key|kī añchalī dēnē vālē viśhva kalyāṇkārī bachchō̃ kō , sadā man K|kē mālik ban ēkāgratā kī śhakti dvārā man kō control karnē vālē manjīt , jagatjīt bachchō̃ kō , sadā brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhtā pavitratā K|kē personality mē̃ rahnē vālē pavitra brāhmaṇ ātmāō̃ kō , sadā double light ban phariśhtā jīvan mē̃ brahmā bāp kō follow karnē vālē , aisē brahmā bāp samān bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

346To all the children everywhere who are always full of all treasures, to the constantly fortunate world-benefactor children who have a happy face and who give a drop of happiness through their behaviour, to the children who become constant masters of the mind and who use the power of concentration to control their mind, and, by conquering their mind, become conquerors of the world, to the pure Brahmin souls who always stay in the speciality of Brahmin life - the personality of purity, to those who always become double-light and follow Father Brahma in the angelic life, to such children who are equal to Father Brahma, love, remembrance and namaste from BapDada.

287Chārō̃ ōr sunnē vālē , yād karnē vālē sarv bachchō̃ kō bhī bahut-bahut dil key|kī duāō̃ sahit yādpyār , sarv kō namastē .

347To all the children everywhere who are listening and remembering Baba, lots and lots of love and remembrance and together with blessings from the heart, namaste to everyone.

288Dādiyō̃ sē  : drama mē̃ har ēk kō achchhā part milā huā hai .

348BapDada speaking to the Dadis: Everyone has received a good part in the drama.

289Achchhā lagtā hai nā apnā part .

349You like your part, do you not?

290Bāpdādā bhī khuśh hōtē haĩ .

350BapDada is also pleased.

291Āpkē ( dādī jī K|kē ) achchhē sahyōgī haĩ nā , right hand haĩ nā .

351They are very co-operative with you, are they not? 352(To Dadiji).

292Hai nā right hand  ?

353They are right hands, are they not?

293Dēkhō yah sārā group , yah sab āp K|kē right hand haĩ .

354You are right hands, are you not? 355Look at this whole group, they are all your right hands.

294Kitnē achchhē right hand haĩ .

356They are such good right hands.

295Dēkhō , āpkē bhī ( dādī jānkī jī K|kē ) right hand haĩ .

357They are also your right hands (to Dadi Janki).

296Vidēśh key|kī sēvā K|kē bhī right hand haĩ .

358There are also right hands for the service abroad.

297 ( tīn chār kō stage par bulāō ) āp lōgō̃ kē ūpar , right hands kē ūpar jimmēvārī hai .

359(Call three or four of them.) 360All of you right hands have responsibility. 361(Speaking to the senior sisters from abroad.)

298Nimitt yah haĩ lēkin jimmēvār āp hō ( vidēśh key|kī bahanō̃ sē ) kyōṅki hand hī tō kām kartē haĩ nā .

362These (Dadis) are the instruments, but you are the ones who are responsible, because it is the hands that do the work.

299Āp dēkhō śharīr mē̃ sabsē jyādā kām kaun kartā hai  ?

363Look at the body, what is it that does the most work?

300Hand .

364The hands.

301Tō āp sab right hands hō aur hands jitnā chāhē̃ utnā kar saktē haĩ .

365So, all of you are right hands. 366And, the hands can do as much as they want.

302Inkā kām hai ( dādiyō̃ kā ) mastak kā kām , āpkā hai hands kā kām .

367Their (the Dadi's) work is head-work (brain work) and your work is work of the hands.

303Yah prērṇā dē̃gī , rāy dē̃gī , direction dē̃gī lēkin karnē vālē āp haĩ .

368They give inspirations, advice and directions, but you are the ones who will do that.

304Abhī yah thōṛēhī jākē course karāyēṅgī .

369They (the Dadis) are not going to go and give courses.

305Abhī inkā bhī ( baṛī bahanō̃ kā ) part pūrā huā course karānē kā .

370Now, even their (the senior sisters) part of giving courses has ended.

306Madhuban K|kē right hands bhī achchhē haĩ tō foreign K|kē bhī achchhē haĩ .

371The right hands of Madhuban are good and the right hands abroad are also good.

307Kamāl karnē vālē haĩ .

372They are those who perform wonders.

308Bāpdādā khuśh hōtē haĩ dēkhō , ēk-ēk kitnā achchhā ratna hai .

373BapDada is pleased. 374Look, each one is such a good jewel.

309 ( sabhā sē ) āp sabhī bhī right hands hō nā  ?

375To the gathering: All of you are also right hands, are you not?

310Right hand .

376Right hands.

311Right hand arthāt sadā right karma karnē vālē .

377Right hands are those who always perform right actions.

312Kabhī bhī west|waste karma karnē vālē nahī̃ , right karma karnē vālē .

378You are not those who ever perform wasteful actions, but those who perform right actions.

313Bāpdādā kō achchhā lagtā hai , āp sabhī śhrr̥iṅgār hō .

379BapDada is pleased. 380All of you are the decoration.

314Nimitt jitnē haĩ , aur bhī haĩ . 315Lēkin bāp-dādā jab dēkhtē haĩ nā sabhī ēk dō K|kē sahyōgī ban bahut achchhā kārya kar rahē haĩ , khuśh hōtē haĩ .

381However many of you are instruments, and there are others too, when BapDada sees that all of you are very co- operative with one another and performing a very good task, He is pleased.

316Āp nimitt bannē vālō̃ key|kī unity aur purity dōnō̃ sārē parivār kō himmat dētī hai .

382Both the unity and purity of all of you who are instruments give courage to the whole family.

317Pāṇḍav bhī haĩ .

383There are also the Pandavas.

318Pāṇḍavō̃ kō stage par bulāyā nahī̃ hai , lēkin haĩ pāṇḍav bhī sāth .

384The Pandavas have not been called onto the stage, but the Pandavas are also included with you.

319Kitnā achchhā chance sabhī nē liyā .

385All of you took such a good chance.

320Pahuñch gayē tō chance lē liyā .

386You arrived here and so you took the chance.

321Dēkhō , bāpdādā jab dēkhtē haĩ nā ēk-ēk kō , tō sōchtē haĩ inkō bulākē bāt karē̃ lēkin sākār śharīr mānā bandhan .

387Look, whenever BapDada looks at each one of you, He thinks: I should call this one and talk to him or her. 388However, a physical body means a bondage.

322Sākār śharīr K|kē bandhan mē̃ ā gayē nā , sākār śharīr K|kē bandhan mē̃ itnā kar nahī̃ saktē lēkin vatan mē̃ kar saktē haĩ isīliē tō bandhanmukt hō gayē nā .

389Baba is bound by the bondage of the physical body. 390In the bondage of the physical body, one is not able to do as much, but one can do that in the subtle region and this is why he became free from bondage.

323Vahā̃ jagah kā savāl nahī̃ , samay kā savāl nahī̃ lēkin āpkō patā hai , ēk gupta bāt batātē haĩ , bāpdādā vatan mē̃ group-group kō bulātē haĩ aur unsē rūhrihān bhī kartē haĩ .

391There, there is no question of space and no question of time, but do you know something? 392Baba is going to share a secret with you: BapDada invites groups of people to the subtle region and also has a heart-to- heart conversation with them.

324Jaisē sākār mē̃ yād hai - brahmā bāp nē ēk ēk group kō apnē pās|pass bhōjan par bulāyā thā , yād hai  ?

393Do you remember in the corporeal days when Brahma Baba invited different groups to dine with him? 394(At Clifton.)

325 ( kliphṭan par ) aisē bāpdādā vatan mē̃ bulātē jarūr haĩ lēkin sākār mē̃ nahī̃ kar saktē .

395In the same way, BapDada definitely invites you to the subtle region, but He cannot do that in the corporeal form.

326Achchhā .

396Achcha.

327Madhuban K|kē kitnē achchhē-achchhē , sēvādhārī baiṭhē haĩ , dēkhō kitnē achchhē-achchhē department K|kē baiṭhē haĩ .

397So many very good servers are sitting here in Madhuban. 398Look, so many good people of the departments are sitting here.

328Double foreigners dēkhō kitnē achchhē-achchhē haĩ .

399Look, how there are so many very good double foreigners.

329Mātāyē̃ dēkhō sabhī achchhē tē achchhī haĩ , lēkin sabhī kō kaisē bulāyē̃ .

400Look, the mothers are the best of all, but how could Baba call all of you?

330Stage par sabhī ā saktē hō  ?

401Could all of you fit onto the stage?

331Nahī̃ ā saktē .

402You cannot.

332Achchhā hai madhuban key|kī ākarṣhaṇ sabhī kō chhatrachhāyā kā kām karātī hai .

403It is good that the attraction of Madhuban works like a canopy of protection for everyone.

333Jab pahuñch jātē haĩ tō kitnā achchhā anubhav kartē haĩ .

404When you arrive here, you have such good experiences. 405Achcha.

334Ōm śhānti .

406* * * O M S H A N T I * * *