शुक्रवार 21 अक्टूबर 2005 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0>
121-10-05 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 21-10-2005 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2" sampūrṇ aur sampann bannē key|kī date fix kar samay pramāṇ ab ever ready banō "
3Āj bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ K|kē tīn rūp dēkh rahē haĩ .
1Today, BapDada was seeing the three forms of the children everywhere.
4Jaisē bāp K|kē viśhēṣh tīn sambandh yād rahtē haĩ vaisē bachchō̃ K|kē bhī tīn rūp dēkh harṣhit hō rahē haĩ .
5Apnē tīnō̃ hī rūp jāntē hō nā .
6Is samay sabhī bachchē brāhmaṇ rūp mē̃ haĩ aur brāhmaṇ sō last stage , brāhmaṇ sō phariśhtā hai phir phariśhtā sō dēvtā hō .
2At this time the children are in the Brahmin form, and the last stage of the Brahmin form is the angelic stage, and the angels are then to become deities.
7Sabsē viśhēṣh vartamān brāhmaṇ jīvan hai . 8Brāhmaṇ jīvan amūlya hai .
3Brahmin life is the most special of all - Brahmin life is invaluable.
9Brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhtā hai purity .
4The speciality of Brahmin life is purity.
10Purity hī brāhmaṇ jīvan key|kī reality hai .
5Purity is the reality of Brahmin life.
11Purity hī brāhmaṇ jīvan key|kī personality hai .
6Purity is the personality of Brahmin life.
12Purity hī sukh śhānti key|kī jananī hai .
7Purity is the mother of peace and happiness.
13Jitnī purity hōgī utnī sukh aur śhānti jīvan key|kī natural aur nature hōgī .
8Purity brings happiness and peace in your life in a natural way, and it will be your nature.
14Aur pure ātmāō̃ kā lakṣhya hai brāhmaṇ sō dēvtā nahī̃ lēkin pahlē phariśhtā bannē kā hai , phariśhtā sō dēvtā hai . 15Tō brāhmaṇ sō phariśhtā , phariśhtā sō dēvtā .
9And the aim of pure souls is not to be deities, but first to become angels. 10The angels then become deities.
16Yah tīn rūp bāpdādā sabhī bachchō̃ kā dēkh rahē haĩ .
17Āp sabhī kō apnē tīn rūp sāmnē ā gayē ? 18Ā gayē ?
11Have your three forms come in front of you?
19Brāhmaṇ tō ban gayē , abhī lakṣhya hai phariśhtā bannē kā . 20Yahī lakṣhya hai nā ! 21Hai ?
12You are already Brahmins - now your aim is to be angels.
22Phariśhtā bannā hī hai , check karō phariśhtēpan key|kī viśhēṣhatāyē̃ jīvan mē̃ kitnī dikhāī dētī haĩ ?
13Check how many specialties of an angel are visible in your life.
23Phariśhtā arthāt jiskā purānē saṅsār aur purānē saṅskār sē kōī nātā nahī̃ .
14An angel has no connection with the old world, and old sanskars.
24Phariśhtā arthāt sirph samasyā K|kē samay double light nahī̃ , lēkin sadā mansā-vāchā , sambandh-sampark mē̃ double light , halkā .
15An angel is double-light - not just a the time of problems, but constantly double-light in thoughts, words, and relationships.
25Halkī chīz achchhī lagtī hai vā bōjh vālī chīz achchhī lagtī hai ?
26Kyā achchhā lagtā hai ?
27Halkā pasand hai nā ?
28Phariśhtā arthāt jō sarv kā , thōṛō̃ kā nahī̃ , sarv kā pyārā aur nyārā hō .
16An angel is loved by all, and detached from all.
29Sirph pyārā nahī̃ , jitnā pyārā utnā hī nyārā hō .
17Not just loving, but detached, to the same extent.
30Phariśhtā key|kī niśhānī hai , vah sarv kā priya hōgā . 31Jō bhī dēkhē̃gē , jō bhī milē̃gē , jō bhī sambandh mē̃ āyēṅgē , samparka mē̃ āyēṅgē vah anubhav karē̃gē ki yah mērā hai . 32Jaisē bāp kē liē sabhī anubhav kartē haĩ , mērā hai .
18The sign of an angel is to be loved by all - whoever sees you, meets or comes into connection or relationship with you, experiences that you belong to them, just as everyone experiences the Father to belong to them.
33Anubhav kartē haĩ nā ?
19You have this experience do you not?
34Aisē phariśhtā arthāt har ēk anubhav karē yah mērā hai . 35Apnāpan kā anubhav hō kyōṅki halkā hōgā nā tō halkāpan priya banā dētā hai sabkā .
20Your lightness makes you loved by everyone.
36Sārā brāhmaṇ parivār anubhav karē ki yah mērā hai .
21The whole Brahmin family should feel that you belong to them.
37Bhārīpan nahī̃ hō kyōṅki phariśhtē kā arth|earth hī hai double light .
38Phariśhtā arthāt saṅkalp , bōl , karma , sambandh , samparka mē̃ bēhad hō .
22An angel is unlimited in thoughts, words, actions, and relationships.
39Had nahī̃ hō .
23There should be no limitations.
40Sab apnē haĩ aur maĩ sabkā hū̃ .
24Everyone is mine, and I belong to everyone.
41Jahā̃ jyādā apnāpan hōtā hai nā vahā̃ halkāpan hōtā hai .
25Where there is a feeling of belonging, there is lightness.
42Saṅskār mē̃ bhī halkāpan , tō check karō kitnā percent phariśhtā stage tak pahuñchē haĩ ?
26So check to what percentage you have reached the angelic stage.
43Check karnā ātā hai ?
44Checker bhī ban gayē hō , maker bhī ban gayē hō .
45Mubārak hō .
46Bāpdādā nē āp sabkē home work key|kī result dēkhī .
47Homework key|kī result likhī hai nā sabhī nē .
27All of you have written the result of your homework.
48Tō result mē̃ kyā dēkhā ?
49Bāpdādā key|kī śhubh āśh hai ki kam-sē-kam vartamān samay sabhī bātō̃ mē̃ , sāt bātē̃ likhī hai nā . 50Kam-sē-kam vartamān samay pramāṇ majority key|kī 75 percent jarūr hōnī chāhiē . 51Sātō̃ hī bātō̃ mē̃ . 52Kōī kismē̃ cum|kam hai , kōī kismē̃ cum|kam hai lēkin bāpdādā key|kī yahī śhubh āśhā hai ki ab samay kō dēkhtē huē jō mahārathī samajhtē haĩ apnē kō , unhō̃ key|kī stage tō 95 percent hōnī chāhiē . 53Hōnī chāhiē nā ?
28BapDada has the pure desire that at present, according to time, the majority should have a minimum of 75% in all the seven things you have written about. 29Those who consider themselves maharathis should have 95%.
54Pāṇḍav hōnī chāhiē ?
30Pandavas, should it be this?
55Chalō thōṛā dūsrā number hai tō bhī 75 percent hōnī chāhiē .
31OK a few of you are in the second number, so then it should be 75%.
56Kyā samajhtī haĩ dādiyā̃ ?
32What do the Dadis think?
5795 percent hai ?
33Is it 95%?
58Āgē line vālē sabhī kyā samajhtē haĩ ?
34What do all of those sitting in the front row think?
5995 percent hai ?
60Aur āpkī kitnī hōnī chāhiē ?
6175 percent ?
62Āp bhī 75 samajhtē hō ?
63Achchhā kal vināśh hō jāē tō ? 6475 percent mē̃ jāyēṅgē ? 6575 percent hōgā tō one one one mē̃ nahī̃ āyēṅgē . 66Phir kyā karē̃gē ? 67Chalō , bāpdādā āj K|kē din , āj viśhēṣh hai nā , tō āj K|kē din kō bītī sō bītī kartē haĩ , ṭhīk hai ?
35What if destruction were to take place tomorrow - if you have 75% then, you will not be part of 1-1-1. Ok, never mind - today is special - so today BapDada is letting the past be past.
68Achchhā jō kal sē 75 kah rahē haĩ nā , tō chalō 95 nahī̃ , 85 tak tō āyēṅgē ?
36OK, it is not 95%: will you claim at least 85%?
69Āyēṅgē .
70Parsō̃ agar vināśh karē̃ , tō 85 tak hōṅgē ?
71Pīchhē vālē hōṅgē ? 72Hāth uṭhāō . 73Achchhā 85 percent hōgā ?
37Will those sitting at the back have this much?
74 ( kisī nē kahā 98 percent hai ) mubārak hai , mukh mē̃ gulābjāmun khā lō kyōṅki dēkh tō rahē hō , jāntē bhī hō , ki hō jānā hī hai .
38Congratulations eat a gulab jamun because you can see and you definitely know you have to become that.
75Hō jāyēṅgē nahī̃ , hōnā hī hai .
76Gē , gē nahī̃ karō , hō jāyēṅgē , dēkh lē̃gē … kōśhiśh karē̃gē … ab yah bhāṣhā parivartan karō .
77Jō bhī saṅkalp karō , check karō kitnī percent niśhchay aur saphaltāpūrvak hai ?
39Check what percentage of faith and success you have.
78Abhī check karnē key|kī speed tīvr karō .
40Now intensify your speed of checking.
79Pahlē check karō phir karma mē̃ āō .
41First of all check, and then act.
80Aisē nahī̃ jō bhī saṅkalp āyā , jō bhī bōl mē̃ āyā , jō bhī sambandh samparka mē̃ huā , nahī̃ .
81Jō V|we . V|we . I|āī|eye . pī|P . hōtē haĩ unkī checking kitnī hōtī hai , patā hai nā .
82Her|har chīz pahlē check hōtī hai phir kadam rakhtē haĩ .
83Tō abhī dō ghaṇṭē chār ghaṇṭē kē bād checking nahī̃ chalēgī .
84Pahlē checking phir kadam kyōṅki āp tō sr̥iṣhṭi drama K|kē , ājkal K|kē V|we . V|we . I|āī|eye . pī|P . jō haĩ , vah tō ēk janm K|kē haĩ . 85Vah bhī thōṛē samay kē liē haĩ . 86Aur āp brāhmaṇ sō phariśhtē kitnē bhī V|we . V|we . lagā dō , itnē hō . 87Dēkhō , āp apnē āgē V|we . V|we . V|we . lagātē jāō , āpnē apnē chitra tō dēkhē haĩ nā jō pūjē jā rahē haĩ , vah dēkhē hai nā .
42You are the VVIPs of the world drama - those who are VIPs today are just that for one birth, and that too for only a short time - whereas you Brahmins who are to become angels are VVIPs, and you can put as many “V”s as you want. 43You must have seen your own images that are worshipped.
88Chalō mandir nahī̃ dēkhē phōṭō tō dēkhē haĩ , abhī bhī unhō̃ key|kī kitnī value hai .
44OK, you may not have seen the temples, but you must have seen the photos.
89Kitnē baṛē-baṛē mandir banātē haĩ aur āpkā chitra jō hai vah tō tīn foot mē̃ ā jātā hai , tō kitnā āpkī value hai .
45They build such big temples although your pictures are only 3 feet.
90Jaṛ chitra key|kī bhī value hai .
91Hai nā !
92Value hai nā !
93Āpkē chitra kā darśhan karnē kē liē kitnī queue lagtī hai .
46There are so many queues to have a glimpse of your images.
94Aur chaitanya mē̃ kitnē V|we . V|we . I|āī|eye . pī|P . hō .
47You are such VVIPs in the living form.
95Tō kadam uṭhānē K|kē pahlē check karō , karnē kē bād check kiyā , vah kadam tō gayā .
48So check before every step. 49If you check afterwards, the step is gone.
96Vah kadam phir āpkē hāth mē̃ nahī̃ āyēgā .
97Agyānkāl mē̃ bhī kahtē haĩ , sōch samajhkar kām karō .
98Kām karkē sōchō nahī̃ .
99Pahlē sōchō phir karō .
100Tō apnē svamān key|kī seat par rahō .
50Remain seated on your seat of self respect.
101Jitnā position mē̃ rahtē tō opposition nahī̃ hō saktī .
51When you stay in your position, there cannot be opposition.
102Māyā key|kī opposition tab hōtī hai jab position mē̃ nahī̃ rahtē hō .
103Tō abhī bāpdādā kā question hai , sabkā lakṣhya tō hai sampūrṇ bannē kā , sampann bannē kā .
52Everyone’s aim is to become complete and perfect.
104Lakṣhya hai yā thōṛā-thōṛā bannē kā hai ?
105Lakṣhya hai ?
106Sabkō hai tō hāth uṭhāō .
107Sampūrṇ bannā hai , achchhā .
108Kab tak ?
53By when?
109Āp lōgō̃ sē question kartē hō nā , student sē bhī teachers question kartī haĩ nā - āpkā kyā lakṣhya hai ?
54You ask people this question do you not? 55Teachers ask students this question.
110Tō āj bāpdādā viśhēṣh teachers sē pūchhtē haĩ . 11130 varṣh vālē baiṭhē haĩ nā .
56So today BapDada is asking you teachers, those who have been 30 years in gyan.
112Tō 30 varṣh vālō̃ kō kal hī āpas mē̃ baiṭhkar programme banānā chāhiē .
113Meeting tō bahut kartē hō .
114Bāpdādā dēkhtē haĩ meeting , seating , meeting seating .
115Lēkin ab aisī meeting karō , ki kab tak sampann banē̃gē ?
116Aur sab function manātē hō , date fix kartē hō , phalānā programme phalānī date , iskī date nahī̃ hai ?
57You fix dates for other functions and programmes, so is there no date for this?
117Jitnē sāl chāhiē utnē batāō . 118Kyō̃ ? 119Bāpdādā kyō̃ kahtē haĩ ? 120Kyōṅki bāp sē prakr̥iti pūchhtī hai ki kab tak vināśh karē̃ ?
58Tell Baba how many years you want, because nature is asking the Father when it should carry out destruction.
121Tō bāpdādā kyā javāb dē̃ .
122Bāpdādā bachchō̃ sē hī pūchhē̃gē nā .
123Kab tak ?
124Āj key|kī viśhēṣh topic hai kab tak ?
125Double foreigners baiṭhē haĩ nā , tō double purūṣhārth hōgā nā . 126Kamāl karō . 127Foreigners example banō . 128Bas brāhmaṇ parivār kē āgē , viśhva kē āgē sampann aur sampūrṇ . 129Sarv śhaktiyā̃ , sarvguṇ sē sampann arthāt sampūrṇ , sarv hō .
59Double foreigners are sitting here - become examples - become complete and perfect in front of the Brahmin family and the world - complete with all powers and virtues.
130Mansā , vāchā , sambandh-sampark .
131Chār hī mē̃ .
132Chār mē̃ sē agar ēk mē̃ bhī kamzōr rah gayē , tō sampann nahī̃ kahē̃gē .
133Chār bātē̃ yād hai nā - mansā , vāchā , sambandh-sampark mē̃ karma ā gayā .
134Chār hī bātō̃ mē̃ .
135Aisē nahī̃ mansā vāchā mē̃ tō ham ṭhīk haĩ , sambandh-sampark mē̃ thōṛā hai .
136Sunāyā nā - jiskē sāmnē bhī jāyē̃ , chāhē jiskē bhī samparka mē̃ jāyē̃ vah anubhav karē ki yah mērā hai .
137Mērē kē ūpar hujjat hōtī hai nā .
138Dūsrē kē ūpar itnā halkāpan nahī̃ hōtā hai , thōṛā bhārī hōtā hai lēkin apnē kē ūpar halkāpan hōtā hai .
139Tō sabsē halkē , aisē nahī̃ sirph apnē zone mē̃ halkē , apnē centre mē̃ halkē , nahī̃ .
60Be light with everyone, not just those from your own zone or centre - whoever you come into connection with should experience that you belong to them.
61There is lightness with those whom you feel belong to you.
140Agar zone mē̃ halkē yā centre mē̃ halkē , tō viśhvarājan kaisē banē̃gē ?
141Na viśvakalyāṇakārī ban saktē haĩ , na viśhvarājan ban saktē haĩ .
142Rājan kā arth|earth yah nahī̃ hai ki takht par baiṭhē̃ , rājdhānī mē̃ royal family mē̃ bhī rājya adhikār hai , rājya kā .
143Tō kyā karē̃gē ?
144Kab tak K|kē praśhna kā uttar dēgē nā ?
145Meeting karē̃gē ?
146Meeting karkē final karnā .
147Ṭhīk hai ?
148Achchhā .
149Sabhī ṭhīk haĩ , umaṅg ātā hai ki karnā hī hai hōnā hī hai ?
150Bāpdādā umaṅg ullās dilātā hai .
62BapDada is giving you zeal.
151Māyā dēkhtī hai umaṅg ullās mē̃ haĩ tō kuchh-na-kuchh kar lētī hai kyōṅki uskā bhī abhī antimakāl najdīk hai nā . 152Tō vah apnē astra-śhastra jō bhī haĩ vah use kartī hai aur aisī pālnā kartī hai jō samajh nahī̃ saktē haĩ ki yah māyā key|kī pālnā hai , māyā key|kī mat hai yā bāp key|kī mat hai , usmē̃ mix kar dētē haĩ .
63When Maya sees that you have this she uses all her weapons and gives you such sustenance that you don’t even understand that it is Maya’s sustenance. 64Maya’s directions get mixed with the Father’s.
153Yah phariśhtēpan mē̃ yā purūṣhārth mē̃ viśhēṣh jō rūkāvaṭ hōtī hai , uskē dō śhabda hī haĩ jō common śhabda haĩ , muśhkil bhī nahī̃ haĩ aur sabhī use bhī kartē haĩ anēk bār . 154Vah kyā hai ? 155Maĩ aur mērā .
65The main obstruction in becoming an angel is the two words “I” and “mine”.
156Bāpdādā nē bahut sahaj vidhi pahlē bhī batāī hai , is maĩ aur mērē kō parivartan karnē key|kī .
157Yād hai ?
158Dēkhō , jis samay āp maĩ śhabda bōltē hō nā , us samay sāmnē maĩ hū̃ hī ātmā , maĩ śhabda bōlō aur sāmnē ātmā rūp kō lāō . 159Maĩ śhabda aisē nahī̃ bōlō , maĩ , ātmā .
66So when you use the word “I” see the soul in front of you.
160Yah natural smr̥iti mē̃ lāō , maĩ śhabda kē pīchhē ātmā lagā dō .
161Maĩ ātmā .
162Jab mērā śhabda bōltē hō tō pahlē kahō mērā bābā , mērā rūmāl , mērī sāṛī , mērā yah .
67When you use the word “mine” then first say “my Baba”.
163Lēkin pahlē mērā bābā .
68Make this your nature, and natural, so that when you say “mine” Baba comes in front of you, and when you say “I” the soul comes in front of you.
164Mērā śhabda bōlā , bābā sāmnē āyā .
165Maĩ śhabda bōlā ātmā sāmnē I|āī|eye , yah nature aur natural banāō .
166Sahaj hai , nā ki muśhkil hai .
167Jāntē hī hō maĩ ātmā hū̃ .
168Sirph us samay māntē nahī̃ hō . 169Jānnā 100 percent hai , mānnā percentage mē̃ hai .
170Jab body conscious natural hō gayā , yād karnā paṛtā hai kyā maĩ body hū̃ ?
171Natural yād hai nā .
172Tō maĩ śhabda mukh K|kē pahlē tō saṅkalp mē̃ ātā hai nā .
173Tō saṅkalp mē̃ bhī maĩ śhabda āvē tō phauran ātmā svarūp sāmnē āyē .
174Sahaj nahī̃ hai yah abhyās karnā .
175Sirph maĩ śhabda nahī̃ bōlnā , ātmā sāth mē̃ bōlnā , pakkā hō jāyēgā .
176Hai nā pakkā .
177Dūsrē kō bhī kōī bulāyēgā tō āp aisē aisē karē̃gē .
178Tō maĩ ātmā hū̃ .
179Ātmā kā saṅsār bāpdādā . 180Ātmā kā saṅskār brāhmaṇ sō phariśhtā , phariśhtā sō dēvtā .
69The world of the soul is BapDada, The sanskars of the soul are to be a Brahmin becoming an angel, and an angel becoming a deity.
181Tō kyā karē̃gē , yah man key|kī drill .
182Ājkal doctors bhī kahtē haĩ drill karō , drill karō .
183Exercise .
184Tō yah exercise karō . 185Maĩ ātmā . 186Mērā bābā .
70So perform this exercise - I the soul - my Baba.
187Kyōṅki samay key|kī gati kō ḍrāmānusār slow karnā paṛtā hai .
71According to the drama, the speed of time has to be slowed down.
188Hōnā chāhiē creator kō tīvr , creation kō nahī̃ lēkin abhī K|kē pramāṇ samay tēj jā rahā hai .
72The creator should be fast, not the creation, but at present time is going fast.
189Pravr̥iti ever ready hai sirph order kē liē rūkī huī hai .
73Nature is ever-ready - it is just waiting for its orders.
190Drama kā samay hī order karēgā nā .
74Time will give orders to the drama will it not?
191Sthāpanā vālē agar ever ready nahī̃ hōṅgē tō vināśh kē bād kyā pralay hōgī ? 192Hōnī hai pralay ? 193Ki vināśh kē bād sthāpanā hōnī hī hai ?
75If those who are carrying out establishment are not ever-ready, there will be annihilation after destruction - so is establishment definitely going to take place after destruction?
194Tō sthāpanā kē nimitt banē huē abhī samay pramāṇ ever ready hōnē chāhiē . 195Bāpdādā yahī dēkhnē chāhtē haĩ , jaisē brahmā bāp arjun banā nā , example banā nā .
76Those who have become instruments for establishment have to be ever-ready now, according to the time - this is what BapDada wants to see.
196Aisē brahmā bāp kō follow karnē vālē kaun bantē haĩ ?
197Svayã kō bhī dēkhō , samay kō bhī dēkhō .
77Look at yourself and also see the time.
198Bāpdādā nē pahlē bhī kahā ki vartamān samay āp sabhī brāhmaṇ sō phariśhtē ātmāō̃ kō nimittabhāv aur nimārkaṇabhāv , in dōnō̃ śhabdō̃ kō underline karnā hai . 199Ismē̃ body conscious kā maĩpan khatm hō jāyēgā .
78BapDada has already told you that you must have the consciousness of being an instrument, and also have feelings of humility. 79Underline both these words, and the “I” and “mine” of body- consciousness will end.
200Mērāpan bhī khatm hō jāyēgā .
201Nimitt hū̃ aur nimārkaṇ svabhāv .
80I am a humble instrument.
202Jitnā nimārkaṇ hōtē haĩ nā utnā mān miltā hai .
81Humility brings respect.
203Kyōṅki jō nimārkaṇ hōtā hai nā vah sabkā pyārā ban jātā hai . 204Aur jab pyārā ban jātā hai tō mān tō automatically milēgā .
82Those who are humble are loved by all, and those who are loved receive respect.
205Tō nimitt aur nimārkaṇabhāv aur bhāvnā , śhubhbhāvnā . 206Bhāv aur bhāvnā dō chīzē̃ hōtī haĩ tō nimitt aur nimārkaṇabhāv aur bhāvnā har ēk kē prati śhubhbhāvnā , śhubhkāmnā .
83So be an instrument, be humble, and also have good wishes and pure feelings for everyone, no matter what they are like.
207Kaisā bhī hō , āpkē nimitt nimārkaṇabhāv aur śhubhbhāvnā vāyumaṇḍal aisā banāyēgī , jō sāmnē vālā bhī vibration sē badal jāyēgā .
84Create such an atmosphere that others will change through your vibrations.
208Kaī bachchē rūhrihān kartē haĩ nā tō kahtē haĩ hamnē ēk mās sē śhubh bhāvnā rakhī , vah badaltā hī nahī̃ hai .
209Phir thak jātē hō , dilśhikasta hō jātē haĩ .
210Abhī us bichārē key|kī jō vr̥itti hai yā dr̥iṣhṭi hai vah hai hī patthar jaisī , usmē̃ thōṛā tō time lagēgā nā .
211Achchhā mānō vah nahī̃ badaltā hai tō āp apnē kō tō ṭhīk rakhō nā . 212Āp tō apnī position mē̃ rahō nā .
85Even if they don’t change, at least keep yourself OK, at least stay in your position.
213Āp kyō̃ dilśhikasta hō jātē hō .
214Dilśhikasta nahī̃ hō .
215Achchhā vah nahī̃ badalā|badlā tō maĩ bhī uskē sāth badal na jāū̃ .
216Dilśhikasta hō jānā , vah powerful huā jō usnē āpkō badal liyā .
217Āp apnē svamān key|kī seat kyō̃ chhōṛtē hō ?
86Do not leave your seat of self respect.
218West|waste thoughts bhī nahī̃ uṭhnā chāhiē , kyō̃ ? 219Kyō̃ kahā aur west|waste thoughts kā darvājā khulā . 220Vah darvājā band bahut muśhkil hōtā hai .
87No waste thoughts as to “why” should ever arise - do not open the door to waste thoughts, or it will be difficult to close it again.
221Isīliē kyō̃ nahī̃ sōchō , powerful hōkar vibration dētē rahō .
88Be merciful and continue to give vibrations.
222Āp apnī seat chhōḍkar kyō̃ dilśhikasta hō jātē hō ? 223Yād rakhā nā position sē nīchē nahī̃ āō , phir bahut opposition hō jātī hai . 224Vyakti-vyakti mē̃ opposition hō jātī hai , svabhāv saṅskār mē̃ opposition hō jātī hai , vichārō̃ mē̃ opposition hō jātī hai isliē position mē̃ rahō .
89If you leave your position there will be opposition in nature and sanskars, and in ideas.
225Tō kal kyā karē̃gē ?
226Yād hai ?
227Bāpdādā kā pyār hai nā , tō bāpdādā samajhtē haĩ sab brahmā bāp samān ban jāyē̃ .
228Kyā bāp kē āgē opposition nahī̃ I|āī|eye , brahmā bāp kē āgē opposition nahī̃ huī , māyā key|kī bhī huī , ātmāō̃ key|kī bhī huī , prakr̥iti key|kī bhī huī , lēkin brahmā bāp nē position chhōṛī ?
90Follow Father Brahma - did he leave his position when there was opposition from souls and from nature?
229Nahī̃ chhōṛī nā . 230Tabhī phariśhtā banā nā .
91He didn’t - this is how he became an angel.
231Tō abhī ēk dō kō apnē kō tō phiriśhtā samajhkar chalō . 232Maĩ phariśhtā hū̃ , sab phariśhtē haĩ . 233Na mērā , purānē saṅsār saṅskār sē nātā , na in kōī brāhmaṇō̃ kā . 234Bas khatm .
92Now move along while seeing yourself and each other as angels - I am an angel, all are angels - I have no connection with the old world and sanskars, nor do any of these Brahmins - all of that has finished.
235Yah bhī phariśhtā yah bhī phariśhtā usī najar sē dēkhō .
93Look at everyone with the vision: this one is an angel, that one is an angel.
236Vāyumaṇḍal phailāō .
94Spread this atmosphere.
237Achchhā .
95Achcha.
238Double foreigners haĩ nā tō double naśhā chaṛhā rahē haĩ .
239Āj chance milā hai nā !
240Yah bhī dēkhō bhāratvāsiyō̃ key|kī sahānubhūti hai āpsē .
241Āpkō chance dēkē khud nīchē baiṭhē haĩ , dēkhō .
242Nīchē baiṭhnē vālō̃ kō bāpdādā tyāg kā bhāgya jamā kar hī rahā hai .
243Achchhā .
244Abhī kyā karnā hai ?
245Sabhī jaisē abhī abhī bahut mīṭhā muskurā rahē hō . 246Aisē hī sadā rahnā .
96Just as all of you are smiling very sweetly now, always remain just like that.
247Kabhī bhī kisī sē bhī bāt karō nā , muskurāō jarūr .
97Whenever you speak to anyone, then always smile.
248Āpkē muskurānē sē uskā ādhā dukh tō dūr hō jāyēgā .
98When you smile, half the other person’s sorrow will be removed.
249Charity begins at home .
99Charity begins at home.
250Kisī sē bhī bōlō , sāthī sē brāhmaṇ sē chāhē agyānī sē , muskurātā chēhrā , rūhē gulāb .
100Whoever you speak to, whether it is your companions, Brahmins, or those without knowledge, have a smiling face - be a spiritual rose.
251Serious hōkē nahī̃ bōlō , kyā kar rahē hō , kyō̃ kar rahē hō , nahī̃ .
252Muskurākē bōlō .
253Muskurānē kā stock hai ?
254Khatm tō nahī̃ hō gayā ?
255Muskurāyā huā chēhrā , kitnā achchhā lagtā hai .
256Jōśh vālā chēhrā dūsrā dēkhkē hī haṭ jānā chāhtā hai .
257Aur muskurānē vālē chēhrē K|kē najdīk jānē chāhē̃gē .
101Everyone wants to go close to someone with a smiling face.
258Tō āpkō abhī kā muskurātā huā chēhrē kā phōṭō nikālkar dēvē̃ .
259Vah phōṭō apnē sāth rakhē̃gē , kāgaj kā rakhē̃gē yā dil kā ?
260Achchhā .
261 ( 76 dēśhō̃ sē āyē haĩ - kaī group bhī haĩ - jaisē sarv aphrīkā core group ) - achchhī sēvā kar rahē haĩ , bāpdādā kō samāchār milā thā ki nirvighna fast sēvā hō rahī hai .
262Jaisē aphrīkā nē sandēśh dēnē kā fast kiyā hai , tālī tō bajāō .
263Mubārak hō .
264Aisē sabhī kō karnā āvaśhyak hai .
265Plan banāō sēvākā .
266Banāō lēkin sēvā karō tō bōjhavālī sēvā nahī̃ karō .
267Kaī bachchē sēvā kē bād itnē thak jātē haĩ tō kōī māliś-pālis vālā chāhiē .
268Sēvā yathārth vah hai jismē̃ khuśhī milē , halkāpan hō .
269Prāpti hōtī hai nā .
270Prāpti mē̃ thakāvaṭ hōtī hai kyā ?
271Kaī bachchē purūṣhārth bhī aisā kartē haĩ bhārī purūṣhārth mēhnat kā .
272Foundation hai muhabbat snēh . 273Bāp aur bachchē kā snēh , sēvā sē ātmāō̃ kō bāp sē snēh kā phal miltā hai .
102The foundation of service is love between the Father and the child. 103Through service souls receive the fruit of the Father’s love.
274Tō sēvā bhī kartē haĩ tō bhārī rūp nahī̃ , halkā . 275Sēvā bōjhavālī nahī̃ hai sēvā halkā banānē vālī hai . 276Purūṣhārth bhī mēhnat sē nahī̃ karō . 277Bāpdādā kō mēhnat achchhī nahī̃ lagtī . 278Haĩ master-sarvśhaktivān aur mēhnat kar rahē haĩ .
104So remain light - there should be no burden - BapDada doesn’t like you to labour - you are master almighty authorities.
279Achchhā lagtā hai ?
280Na purūṣhārth mē̃ na sēvā mē̃ .
281Tō bāpdādā nē dēkhā , inhō̃ key|kī result kā samāchār sunā .
282Umaṅg-utsāh sē kar rahē haĩ aur viśhēṣhtā yah hai ki apnē āpas mē̃ hī hands nikālkē āgē baṛh rahē haĩ .
283Nahī̃ tō kaī kahtē haĩ sēvā bahut haĩ , hands nahī̃ haĩ .
284Hands hōvē̃ tō sēvā baṛh jāyē lēkin inhōnnē yah mā̃gnī nahī̃ key|kī , yah viśhēṣhtā hai .
285Apnē hī hand taiyār kiyē , kaisē bhī kiyē , kiyē .
286Apnē hī hands taiyār kiyē aur baṛhtē jā rahē hai .
287Fast vr̥iddhi kī hai nā ?
288Kyā viśhēṣhtā sunāī thī , jitnī zone mē̃ sēvā nahī̃ huī hai utnī abhī huī hai .
289Fast huī hai nā , mubārak hō .
290Achchhā kar rahē haĩ .
291Peace|pīs of|off mind group - achchhā kiyā .
292Abhī jō group āyā unkō pālnā karnā .
293Jaisē sthāpanā key|kī nā tō pālnā bhī kartē rahnā .
294Connection nahī̃ tōṛnā , kuchh na kuchh unhō̃ kō bhējtē rahō , connection jōṛtē rahō .
295Ṭhīk hai nā .
296Bāpdādā nē samāchār sunā hai tō yah jō kartē haĩ - call of time , call of time vālē kuchh na kuchh bhējtē rahtē haĩ .
297Tō connection rakh rahē haĩ nā , aisē āp sabhī bhī connection rakhtē rahō .
298Chalō pahlē samparka mē̃ āyē , phir sambandh mē̃ āvē , phir sambandh mē̃ ātē-ātē brāhmaṇ ban jāyēṅgē .
299Tō āgē baṛhātē rahō unhō̃ kō .
300Bīch-bīch mē̃ unhō̃ kō bulākē chāhē bhinn-bhinn dēśh K|kē vahā̃ bulāyā lēkin āp uskī jimmēvārī lō|low , bulāyā kyā uskī result hai , tab āgē baṛhē̃gē .
301Programme achchhē kartē hō lēkin pālnā cum|kam hātī hai .
302Pālnā na milnē sē , kyā hai janm tō lē liyā lēkin baṛhtē nahī̃ haĩ .
303Āyu bichārō̃ key|kī vahī rahtī hai , āyu āgē baṛhtī nahī̃ hai tō aisē karnā .
304Lēkin kiyā achchhā hai .
305Bāpdādā tō vatan mē̃ baiṭhē bhī dēkhtē haĩ samāchār bhī suntē haĩ .
306Samāchār bāpdādā kō bahut achchhā lagtā hai , thaktā nahī̃ hai .
307Tō mubārak hō .
308Sandēśh dēnē vālē sandēśavāhak banē̃ , iskī mubārak hō .
309Tālī bajāō .
310 ( peace|pīs of|off mind K|kē kuchh sample baiṭhē haĩ , bāpdādā nē sabkō āgē bulāyā - total 6 haĩ .
311) yah dēkhō kitnā achchhā example hai , tō dil sē āp sabhī kō yah sab brāhmaṇ ātmāyē̃ peaceful bannē key|kī mubārak dē rahē haĩ .
312Peaceful bannē key|kī mubārak .
313Abhī nayā janm huā nā .
314Tō birth day hō gaī āj .
315Tō āpkē birth day key|kī mubārak dē rahē haĩ .
316Achchhā , tō dēkhō sēvā key|kī tō phal bhī milā .
317Achchhā .
318Interfaith core group - achchhā interfaith vālē .
319Achchhā hai .
320Yah sēvādhārī hōkē āyē haĩ .
321Achchhā hai sabkō sandēśh dēnē mē̃ yah bhī kyō̃ rah jāē̃ .
322Tō achchhā kiyā .
323Is group kō bhī bulāyā .
324Aur viśhēṣh bāpdādā nē dēkhī ki international rūp mē̃ kiyā .
325Dēśh aur vidēśh nē milkē ēk saṅkalp lēkē kiyā yah bahut achchhā kiyā .
326Aur success bhī huā tō international programme success kiyā iskī mubārak hai .
327Aur āgē bhī is group kō baṛhātē rahnā kyōṅki yah tō āpkē sāthī haĩ nā , ādhyātmik tō hai nā .
328Inhō̃ mē̃ sē ēk bhī parivartan hōkē mike banē̃ tō bahut sēvā kar saktā hai .
329Tō achchhā kiyā bāpdādā khuśh hai .
330Aur sabhī bhī khuśh , tabhī tō tālī bajāī .
331Āgē baṛhātē rahnā .
332Chhōṛ nahī̃ dēnā .
333Jaisē yah call of time kartē rahtē haĩ nā aisē kartē rahnā .
334Āgē baṛhātē rahnā .
335Achchhā .
336Jānkī foundation aur value training group - bahut achchhā bāpdadādā nē dēkhā nayē-nayē vidhi dvārā sandēśh pahuñchānē kā kārya achchhā hai kyōṅki ājkal health conscious tō sabsē jyādā haĩ .
337Tō is vidhi sē ēk kitāb bhī dikhāyā thā bāpdādā kō , vah bhī achchhā sēvā K|kē nimit banēgā .
338Lēkin jaisē nām hai foundation , vaisē hī yād aur sēvā kā foundation combined kartē huē jānkī foundation kō āgē baṛhātē rahnā .
339Ṭhīk hai nā .
340Hā̃ kyōṅki āpkī sēvā vistār mē̃ bahut āgē baṛh saktī hai .
341Baṛh rahī hai aur baṛhtī rahēgī .
342Value kā book dēkhā thā .
343Achchhē umaṅg-utsāh sē sēvā karnē kā phal pratyakṣha miltā hai .
344Jitnā āgē baṛhtē jāyēṅgē utnē najdīk ātē jāyēṅgē .
345Yah sab taraph kiyā hai .
346Jō bhī foundation hai alag-alag vah is foundation mē̃ samīp ātē jāyēṅgē .
347Thaktē tō nahī̃ haĩ nā .
348Double sēvā kartē hō nā job bhī kartē hō , yah bhī kartē hō .
349Tō double sēvā , double vidēśhī iskī double mubārak hō .
350Bahut achchhā .
351I|āī|eye . T . grup-acchā yah dēśh vidēśh ikaṭhṭhā hai .
352Kōī nayā plan banāyā hai ?
353Nayā website banāyā hai aur murlī kā nayā system śhurū kiyā hai .
354Uskē alāvā nayā email kā system banāyā hai .
355Kyōṅki issē āvāj tō chārō̃ ōr phail saktā hai .
356Iskō ēkāgr hōkē nayē-nayē plan banātē jāō aur baṛhtē jāō .
357Kyōṅki dēśh vidēśh dōnō̃ kā connection hai nā .
358Jitnā is department kō āgē baṛhātē jāyēṅgē utnā ēk sthān par baiṭhē bahutō̃ kō sandēśh dē sakē̃gē .
359Yah bahut achchhā sādhan milā hai .
360Sādhan dvārā sandēśh dēnē kā kārya yahī āpkē department key|kī sādhnā hō jāyēgī .
361Achchhā kiyā hai .
362Yah mōhinī handle kartī hai , achchhā hai .
363Dēkhō vah peace|pīs vālā kartī , vah call of time kartī , achchhī seat lī hai .
364Bāpdādā double vidēśhiyō̃ kō bhinn-bhinn sēvā key|kī mubārak kē sāth duāyē̃ bhī dē rahē haĩ .
365Duāyē̃ hō̃ .
366 ( dādī bhī duāyē̃ dē rahī haĩ . 367)
368Traveler film grup-yah film banā rahē haĩ .
369Achchhā hai kyōṅki ājkal cultural programme bhī sabkō pasand ātā hai .
370Pūrā course karā lētē hō , cultural mē̃ hī sārā course hō jātā hai .
371Yah bahut achchhā hai .
372Bāpdādā kō pasand hai .
373Dēkhā bhī hai .
374Achchhā kar rahē hō .
375Āp kahē̃gē abhī dikhāyēṅgē .
376Lēkin bāpdādā nē dēkh liyā hai .
377In sādhanō̃ dvārā tō phir bhī dēkh lē̃gē lēkin bāpdādā kē pās āpsē bhī bahut baṛī machinery hai usmē̃ dēkh liyā hai .
378Achchhā kar rahē haĩ kartē rahē̃gē , bāp kō pratyakṣha kartē hī rahē̃gē .
379Bahut achchhā , mubārak hō .
380Middle east sēvā mē̃ bahut āgē jā rahē haĩ : bahut achchhē-achchhē ratan haĩ .
381Ēk-ēk key|kī viśhēṣhtā apnī apnī hai .
382Karāvanhār karā rahā hai aur āp bachchē nimitt bankē kar rahē haĩ .
383Sab achchhē umaṅg-utsāh kā certificate dādiyō̃ dvārā milā hai iskī tō bahut-bahut mubārak hō .
384Lēkin iskā kāraṇ kyā ?
385Jis bhī sēvā sthān kā sēvā kā vr̥iddhi hōtī hai aur nirvighna hōtē haĩ uskā kāraṇ kyā hōtā hai ?
386Jāntē hō ?
387Pālnā .
105Once children have taken birth, they must be given sustenance or they do not grow.
388Kaī centres mē̃ V|we . I|āī|eye . pī kī sēvā bahut achchhī kartē haĩ lēkin student key|kī pālnā cum|kam kartē haĩ | isīliē student baṛhtē nahī̃ haĩ . 389Aur student regular sēvā K|kē umaṅg-utsāh mē̃ nahī̃ rahē̃gē , class karē̃gē , jō kahē̃gē vah karē̃gē lēkin apnē umaṅg-utsāh mē̃ nahī̃ āyēṅgē .
106In many centres, very good service of VIPs takes place, but the students are not being sustained as much, so their number doesn’t increase - they will come to class and do whatever you ask them, but will not have their own zeal.
390Tō yah result hai pālnā key|kī .
391Mubārak hō .
392Sabhī jō bhī teachers nimitt baiṭhī haĩ vah jitnī V|we . I|āī|eye . pī|P . kā attention rakhtē hō , utnī pālnā student key|kī bhī rakhō . 393Student mē̃ navīntā lāō , kōī na kōī navīntā lānē sē umaṅg-utsāh baṛhēgā .
107So, all the instrument teachers who are sitting here - however much attention you are giving to the VIPs, also give just as much attention to the students - bring newness to the students. 108By bringing one newness or another, zeal will increase.
394Bahut busy hō jātē hō sēvā mē̃ phir thak jātē hō , phir pālnā itnī rūchi sē nahī̃ kartē hō .
109You become very busy in service and you become tired, and you don’t give sustenance with that much interest.
395Pahlē tō rājdhānī taiyār karō . 396Vah tō student sē hī hōgī nā .
110First of all create a kingdom - that can only happen through the students.
397Dil sē pālnā karō .
111Sustain them with your heart.
398Ēk-ēk key|kī kamzōrī haṭānē key|kī mēhnat karō .
112Make effort to remove each one’s weakness.
399Khuśhī key|kī mēhnat karō , bōjh vālī nahī̃ kyōṅki class K|kē student jitnā jyādā baṛhē̃gē utnī rājdhānī jaldī taiyār hōgī .
113Work hard with happiness, not with a burden, because the more students there are in the class, the quicker the kingdom will be ready.
400Jō sahyōgī haĩ , unkō sambandh mē̃ lāō student banāō .
114Bring into relationship those who are co-operative, and make them into students.
401Achchhā hai , teachers key|kī mahimā sunī thī bahut achchhī sēvā kar rahē haĩ , achchhē plan banā rahē haĩ . 402Teachers hāth uṭhāō .
115Otherwise it is good - teachers are doing very good service - teachers raise your hands.
403Achchhā , āpkō lākh guṇā badhāī hō .
116Achcha. 117A hundred thousand fold greetings.
404Abhī ēk minute aisā powerful sarvśhaktiyā̃ sampann viśhva key|kī ātmāō̃ kō kiraṇē̃ dō jō chārō̃ ōr āpkē śhaktiyō̃ kā vibration viśhva mē̃ phail jāyē .
118Now become complete with all powers, and for one minute give souls of the world such powerful rays that the vibrations of your powers spread throughout the whole world.
405Achchhā .
119Achcha.
406Chārō̃ ōr K|kē brāhmaṇ sō phariśhtē bachchō̃ kō , sadā svadarśhan dvārā sva kō check aur change karnē vālē , brahmā bāp kō follow karnē vālē pharmānbardār bachchō̃ kō , sadā double light ban sēvā aur purūṣhārth karnē vālē phariśhtē ātmāō̃ kō , sadā apnī position key|kī seat par set hō opposition kō samāpt karnē vālē master sarvśhaktivān bachchō̃ kō , saṅgamyug kā pratyakṣha phal anubhav karnē vālē bāp K|kē samīp bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
120To all the Brahmin children everywhere who are to become angels; to those who check and change the self with realisation of the self; to the obedient children who follow Father Brahma; to the angelic souls who do service and make effort while always being double light; to the master almighty authority children who always remain seated in position, and finish all opposition; to the children who are close and who experience the practical fruit of the confluence age, BapDada’s love, remembrance, and namaste.
407Dādiyō̃ sē : dādiyō̃ kō dēkhkar khuśh hōtē haĩ nā .
121(to the Dadis) 122You are all pleased to see the Dadis, are you not?
408Bas dādī key|kī muskurātī mūrat aur dr̥iṣhṭi bahut sukhdāī hai .
123Just Dadi’s smiling face and drishti gives a lot of happiness.
409Āp jab muskurākar miltī hō , dr̥iṣhṭi dētī hō nā tō sab bahut khuśh hō jātē haĩ .
124When you meet them with a smile, when you give them drishti, everyone becomes very happy.
410Muskurā rahī hai .
125You are smiling now.
411Bāpdādā nē tō kahā hai sadaiv chēhrā muskurānā chāhiē sabhī kā . 412Muskurānē K|kē binā kabhī bhī nahī̃ hō .
126BapDada has said that everyone’s face should always be smiling - it should never be without a smile.
413Dēkhō dādī kah rahī hai muskurāyēṅgē nahī̃ tō muśhkilātē̃ ā jāyēṅgī .
127Look, Dadiji is saying that if you don’t smile, there will be difficulties.
414 ( dādī sirph iśhārā kartī hai ) dādī phariśhtā ban rahī hai nā , phariśhtēpan key|kī stage ā rahī hai .
128(Dadiji just gives signals) Dadi is becoming an angel - the angelic stage is coming close.
415Muskurānē mē̃ sabkuchh ā jātā hai .
129Everything is merged in smiling.
416Bahut bhāṣhaṇ kiyā hai nā , jab sē janma liyā hai tab sē bhāṣhaṇ kiyā hai , class karāyē haĩ , abhī slōgan muāphik bōltī hai .
130You have given many lectures, and conducted classes from the time you were born - now you only speak as you would say a slogan (a few words only).
417Phariśhtā bankar dance kartī hai .
131As an angel, you continue to dance.
418Phariśhtā aur kyā kartā hai ?
132What else do angels do?
419Uṛtā hai aur dance kartā hai .
133They fly and dance.
420Achchhā .
134Achcha.
421Double foreigners nē kahā hai kal sē 85 percent ban jāyēṅgē .
422Dādī tō hai 95 percent .
423Kāpī karō bas .
424Kōī serious banē nā tō uskō title dēnā - gas kā gubbārā ban gayā .
425Gas kā gubbārā hōtā hai nā , tō jab gambhīr hō jātē haĩ tō gas bhar jātā hai vyarth saṅkalpō̃ kā .
426Kōī kō bōlnā nahī̃ gubbārā , nahī̃ tō aur gas bhar jāyēgā .
427Śhubh bhāvnā rakhnā .
428Inhō̃ kō hī tō bannā hai aur kaun banēgā .
429Tīnō̃ baṛē bhāīyō̃ sē : tīnō̃ hī āpas mē̃ ēk saṅkalp karkē chal rahē haĩ , ēk hī saṅkalp tīnō̃ kā . 430Hā̃ jī , hā̃ jī , sabkī duāyē̃ āpkō mil rahī haĩ . 431Miltī haĩ nā .
135(to the three senior brothers) 136All three are moving together with one thought - Ha ji, ha ji. 137You are all receiving everyone’s blessings.
432Achchhā hai pāṇḍavō̃ mē̃ bhī example tō haĩ nā .
138It is good that there are examples among the Pandavas.
433Bahut achchhā .
139Very good.
434 ( sōmnāth vālō̃ key|kī yād dī|the - vahā̃ bhī sēvā achchhī hō rahī hai ) .
435Unhō̃ kō bhī sēvā K|kē yād kī mubārak .
436 ( president hamēśhā bābā kā sandēśh pūchhtā hai ki bābā nē kyā sandēśh diyā hai ) unkō yād rahtā hai ki sandēśh āyā hai .
437Dēkhō yah ēk hī president haĩ jismē̃ tīn sattā haĩ - scientist bhī hai , rājanētā bhī hai aur dharm mē̃ bhī rūchi hai .
438Jitnē bhī president āyē haĩ , aur president aisā nahī̃ huā hai .
439Tō iskā bhī part hai .
440Ādhyātmik rāstē mē̃ rūchi hai isīliē ādhyātmik rāstē kā sāthī hai .
441Vidēśh key|kī baṛī bahinō̃ sē - achchhā - yah double sēvādhāriyō̃ key|kī sēvā kē nimitt banē huē haĩ .
442Achchhā hai .
443Bāpdādā kē pās samāchār tō ātā hī rahtā hai aur sabhī achchhī tarah sē sambhāl bhī rahē haĩ . 444Chakkar bhī lagātē rahtē hō .
445Bāpdādā kō achchhā lagtā hai , āpas mē̃ jab miltē hō , plan banātē hō , tō saṅgaṭhan key|kī śhakti kō prayōg kartē hō , yah bahut achchhā hai kyōṅki har ēk key|kī viśhēṣhtā apnī-apnī hai .
446Vichār kōī samay kisī kā bahut achchhā nikal ātā hai , tō āpas mē̃ miltē rahtē hō , meeting kartē hō yah bāpdādā kō achchhā lagtā hai .
447Abhī āp lōgō̃ kō pahlē phariśhtēpan K|kē najdīk ānā paṛēgā kyōṅki āp sākār rūp mē̃ example hō .
448Sākār mē̃ abhī āp bhī example hō , nimitt hō .
449Tō jaisī āpkī raphtār hōgī vaisē aurō̃ kō bhī himmat milēgī .
450Umaṅg āyēgā .
451Sab purānē haĩ .
452Sākār bāp key|kī pālnā kā return hai follow brahmā bābā .
453Sabmē̃ avval number , tabhī tō avval ātmā banī nā .
454Sārē drama mē̃ avval number ātmā .
455Tō follow brahmā bāp .
456Aur sabkā pyār aur duāyē̃ kitnī miltī haĩ .
457Apnā purūṣhārth tō hai lēkin duāyē̃ bhī miltī haĩ .
458Jiskē nimitt bantē haĩ unkī duāyē̃ miltī haĩ , yah bhī lift hai , āp lōgō̃ kō īśhvarīy gift bhī hai .
459 ( Mauritius mē̃ retreat place ban rahā hai ) achchhā ban rahā hai , sēvā bahut achchhī hōgī .
460Achchhā .
461 ( double vidēśhī bhāī bahinō̃ nē bāpdādā kē pās nimnalikhit 7 bātō̃ kā chart sandēśhī dvārā bhējā , jiskī result par āgē K|kē purūṣhārth kā iśhārā diyā hai )
140(double foreigners chart of 7 points - the “homework” referred to above)
462 ( 1 ) sva parivartan key|kī raphtār kyā hai ?
1411 - what was the speed of my self-transformation?
463 ( 2 ) apnē svamān mē̃ nirantar sthit rahkar dūsrō̃ kō sammān dētā hū̃ ?
1422 - do I always remain stable in my self respect and give respect to others?
464 ( 3 ) sarv sē duāyē̃ lī aur dī|the ?
1433 - have I received blessings from everyone, and given blessings to everyone?
465 ( 4 ) sarv khazānō̃ kā stock kahā̃ tak jamā kiyā ?
1444 - to what extent have I accumulated a stock of all powers?
466 ( 5 ) apnē man kō second mē̃ ēkāgr aur nirantar ēkras kar saktā hū̃ ?
1455 - am I able to stabilise my mind in one second, and remain constantly stable.
467 ( 6 ) bindū ban , bindū kō yād kar second mē̃ fullstop lagā saktā hū̃ ?
1466 - am I able to be a point, remember the Point, and put a full stop in a second?
468 ( 7 ) pichhlē 6 mahīnō̃ sē khuśhī , śhānti aur śhakti key|kī kiraṇē̃ phailākē gyān sūrya banā ?
1477 - for the past 6 months, have i been a sun of knowledge spreading rays of happiness, peace, and power
148* * * O MS H A N T I * * *