सोमवार 15 नवंबर 2010 की अव्यक्त मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

015-11-10 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

015-11-2010 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

1 «  sva-parivartan key|kī gati kō tīvr kar sanskār-svabhāv K|kē samāpti kā samārōh manāō her|har saṅkalp bōl aur karma mē̃ brahmā bāp kō kāpī karō  »

1Hasten the speed of selftransformation and celebrate the completion ceremony of your nature and sanskars. 2Copy Father Brahma in your every thought, word and deed.

2Āj bāpdādā sabhī K|kē mastak par tīn bhāgya key|kī chamaktī huī niśhāniyā̃ dēkh rahē haĩ .

3Today, BapDada is seeing three signs of fortune sparkling on each one's forehead.

3Ēk hai bāp dvārā pālnā kā bhāgya dūsrā hai śhikṣhak rūp mē̃ śhikṣhā kā bhāgya tīsrā hai satgurū dvārā vardānō̃ kā bhāgya .

4One is the fortune of the sustenance received from the Father. 5The second is the fortune of the teachings from the Teacher. 6The third is the fortune of blessings from the Satguru.

4Tīnō̃ bhāgya chamaktā huā dēkh rahē haĩ .

7He is seeing all three types of fortune sparkling.

5Har ēk kā mastak tīnō̃ bhāgya sē chamak rahā hai .

8Each one's forehead is sparkling with all three types of fortune.

6Aisā bhāgya aur kōī K|kē mastak mē̃ chamaktā huā dikhāī nahī̃ dētā hai .

9Such fortune is not visibly sparkling on anyone else's forehead.

7Lēkin āp sabkā mastak bhāgya sē chamak rahā hai .

10However, the foreheads of all of you are sparkling with fortune.

8Āp sabhī bhī apnē bhāgya kō dēkh rahē hō nā  !

11All of you are also seeing your fortune, are you not?

9Bāpdādā nē dēkhā bhāgya tō sabkō milā hai lēkin bhāgya key|kī chamak sabhī key|kī ēk jaisī nahī̃ hai .

12BapDada saw that each one of you has received fortune, but the sparkle of everyone's fortune is not the same.

10Kōī key|kī chamak bahut tēj hai kōī key|kī chamak thōṛī cum|kam dikhāī dētī hai .

13The sparkle of some is very bright, whereas the sparkle of others is a little less visible.

11Vaisē bāpdādā nē sabhī kō ēk sāth ēk jaisā hī bhāgya diyā hai .

14In fact, BapDada has given everyone the same fortune at the same time.

12Paṛhāī ēk hī paṛhātē haĩ .

15He is also teaching the same study.

13Pālnā ēk jaisī dī hai aur vardān bhī ēk jaisē diyē haĩ .

16He has given the same sustenance and also given the same blessings.

14Ādi ratna vā pīchhē ānē vālē sabhī kō ēk hī murlī dvārā pālnā miltī hai paṛhāī miltī hai . 15Vardān bhī ēk hī sabhī kō miltē haĩ .

17The original jewels and those who have come later receive sustenance and teachings through the same murli; everyone receives the same blessings.

16Ādi ratnō̃ key|kī murlī alag nahī̃ hōtī ēk hī hōtī hai .

18The murli for the original jewels is not different; it is the same.

17Lēkin number-vār chamaktā huā bhāgya dikhāī dē rahā hai .

19However, the fortune that is visible is sparkling numberwise.

18Bāp K|kē pyār key|kī pālnā sabhī kō ēk jaisī mil rahī hai .

20Everyone is receiving the same sustenance of the Father's love.

19Har ēk K|kē mukh sē yahī nikaltā «  mērā bābā  » chāhē āgē ānē vālē chāhē pīchhē ānē vālē lēkin har ēk apnē adhikār sē kahtē mērā bābā .

21The sound emerging from everyone's lips is "My Baba". 22Whether someone has come at the beginning or come later, each one of you says with your right, "My Baba".

20Kisī sē bhī pūchhō bāp sē pyār milā hai  ? 21Tō phalak sē kahtē mērē kō bāp kā pyār sabsē jyādā miltā hai .

23When you ask anyone if they have received the Father's love, they say with spiritual intoxication, "I receive the Father's love the most."

22Yah mērā bābā dil sē kahnē vālē kyā phalak sē kahtē haĩ  ?

24What do those who say "My Baba" from their hearts say with that spiritual intoxication?

23Ki mērā pyār sabsē jyādā hai .

25"My love is the most.

24Bābā kā pyār pahlē mērē sē hai kyōṅki pyār hī bāp key|kī pālnā hai .

26Baba first has love for me" because love is the Father's sustenance.

25Is mērā bābā mānnē sē āp bābā K|kē ban gayē aur bāp āpkā ban gayā .

27By believing "My Baba" you belong to Baba and the Father belongs to you.

26Āj āp sabhī āyē hō tō pyār K|kē plain|plane mē̃ āyē hō .

28Today, all of you have come - you have come in the plane of love.

27Pyār nē khīñch K|kē sabhī kō yahā̃ lāyā hai .

29It is love that has pulled all of you and brought you here.

28Sabhī pyār sē ārām sē pahuñch gayē .

30All of you have reached here comfortably with love.

29Yah paramātma pyār sirph abhī saṅgam par prāpt hōtā hai .

31This love from God is received only now at the confluence age.

30Dēv ātmāō̃ kā pyār prāpt hōtā hai lēkin paramātma pyār is ēk janm mē̃ prāpt hōtā hai .

32You receive love from deity souls, but God's love is only received in this one birth.

31Tō bāpdādā bhī aisē pātr ātmāō̃ kō dēkh kyā kahtē haĩ  ?

33What does BapDada say on seeing such worthy souls?

32Vāh bachchē vāh  !

34Wah children! wah!

33Āp hī kōṭō̃ mē̃ kōī pātr banē haĩ aur her|har kalp āp hī pātr banē̃gē .

35You are the handful out of multimillions who have become worthy and you will be the ones who become worthy every cycle.

34Aisā naśhā chaltē phirtē rahtā hai nā  !

36Do you have such intoxication as you walk and move around?

35Āpkī dil bhī yah gīt gātī hai vāh mērā bhāgya  !

37Does your heart also sing this song, "Wah my fortune!?

36Yah gīt gātē rahtē hō nā  !

38You continue to sing this song, do you not?

37Bāp kō bhī khuśhī hōtī hai ki yah sabhī bachchē adhikārī haĩ .

39The Father is also pleased that all of you children are the ones who have a right.

38Apnē kō kōī bhī paramātma pyār mē̃ cum|kam nahī̃ samajhtē .

40No one considers the self to be any less in receiving God's love.

39Pyār mē̃ sab pās|pass haĩ .

41All of you have passed in the subject of love.

40Bāpdādā pūchhtē haĩ ki sabsē jyādā pyār kiskā hai  ?

42BapDada is asking who has the most love.

41Tō kaun kahē̃gē  ?

43Who would say this?

42Sab jāntē haĩ ki hamārā pyār cum|kam nahī̃ hai bāp bhī kahtē haĩ ki pyār key|kī subject mē̃ sabhī pās|pass haĩ tab mērā bābā kahtē haĩ .

44All of you know that your love is no less. 45The Father also says that all of you have passed in the subject of love and this is why you say "My Baba."

43Kitnā pyār hai vah har ēk jāntā hai .

46Each of you knows how much love you have.

44Tō bāpdādā nē dēkhā ki pyār mē̃ tō sab pās|pass haĩ lēkin abhī samay K|kē pramāṇ sva parivartan uskī bhī āvaśhyaktā hai .

47BapDada saw that all of you have passed in the subject of love, but now, according to the time, there is a need for selftransformation; just selftransformation.

45Sirph sva parivartan viśhēṣh sunāyā bhī thā ki is samay sva parivartan mē̃ viśhēṣh saṅskār parivartan svabhāv parivartan uskī āvaśhyaktā hai .

48You were also specially told that, in selftransformation, there is a need at this time for particularly transforming your sanskars and your nature.

46Abhī nayā varṣh śhurū huā hai tō sva parivartan key|kī gati fast chāhiē .

49Now that the New Year has begun, the speed of selftransformation has to be fast.

47Kartē bhī hō attention bhī hai lēkin gati abhī fast chāhiē .

50You are doing this and you are paying attention, but the speed has to be fast.

48Bāpdādā kō yād hai pahlē bhī bāp sē vāydā kiyā ki nayē varṣh mē̃ sva parivartan saṅskār parivartan karnā hī hai lēkin bāpdādā nē dēkhā ki saṅskār parivartan mē̃ jitnā fast purūṣhārth chāhiē uskī gati aur fast chāhiē .

51BapDada remembers that you had promised earlier too that in the New Year you would bring about selftransformation. 52You have to transform your sanskars, but BapDada has seen that you now need to make the speed fast for the fast effort that is needed for selftransformation.

49Āp sabhī kyā samajhtē hō ki samay pramāṇ jitnī fast gati chāhiē us anusār har ēk kā tīvr purūṣhārth hai yā aur hōnā chāhiē  ?

53What do all of you think? 54According to the time, do you think that you are all making intense effort according to the fast speed of time or that it should be even faster?

50Kyōṅki samay anusār samay mē̃ parivartan fast hō rahā hai tō āpkā bhī tīvr parivartan tab hōgā jō saṅkalp kiyā aur huā ayathārtha saṅkalp aisā samāpt hōnā chāhiē jaisē kōī kāgaj par bindī lagāō .

55Because, according to the time, transformation of time is taking place fast, but your transformation will be fast when the thoughts you have take place practically. 56Thoughts that are not right should be finished just as when you put a full stop on a piece of paper.

51Kitnē mē̃ lagēgī  ?

57How long does it take to do that?

52Ayathārtha arthāt phāltū saṅkalp itnā fast parivartan hōnā chāhiē .

58Thoughts that are not right, that is, useless thoughts should be transformed very fast.

53Kyā aisī gati jō bāpdādā chāhtē haĩ yah kar saktē hō  ?

59Are you able to bring about a speed that BapDada wants?

54Hai himmat  ?

60Do you have that courage?

55Jō samajhtē haĩ ki ab sē itnī raphtār sē bindī lagā saktē haĩ himmatē bachchē madadē bāp vah hāth uṭhāō .

61Those of you who think that you are able to put a full stop at a fast speed from now - when the children have courage, the Father helps, - raise your hands!

56Bāpdādā bachchō̃ kā dr̥iṛh saṅkalp dēkh mubārak dētē haĩ .

62BapDada is congratulating you children on seeing your determined thought.

57Bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā hai ki dr̥iṛh saṅkalp K|kē saṅkalp haĩ - karnā hī hai .

63BapDada told you earlier too that the thought for this determination is: I definitely do have to do this.

58Tō āj key|kī sabhā mē̃ sabhī nē yah dr̥iṛh saṅkalp kiyā hai nā  !

64So, all of you in today's gathering have had this determined thought, have you not?

59Āpnē dēkhā dādiyō̃ nē dēkhā sabhī nē hāth majority nē uṭhāyā . 60Dēkhā  !

65All of you saw, the Dadis saw - all of you saw that the majority of you raised your hands; you all saw that.

61Tō kal sē svabhāv saṅskār samāpti key|kī ceremony manānī chāhiē .

66So, from tomorrow, we should celebrate the completion ceremony of your nature and sanskars.

62Manāyē̃  ?

67Should we celebrate it?

63Jinhōnnē hāth uṭhāyā vah hāth uṭhāō ceremony manāyē̃  ?

68Those who raised their hands earlier, raise your hands! 69Should we have a celebration ceremony?

64Iskī ceremony tō bahut dhūmdhām sē manānā .

70Celebrate this ceremony with a lot of pomp and splendour.

65Jaisē lakṣhya himmat kā rakhā hai vaisē lakṣhaṇ bhī himmat kā rakhē̃gē tō kōī baṛī bāt nahī̃ hai .

71Just as you have kept the aim for courage, in the same way, if, together with courage, you also develop its qualifications then it is not a big deal.

66Jab lakṣhya hī hai bāp samān bannē kā tō abhī lakṣhya aur lakṣhaṇ ēk karnā hai .

72Since you have the aim of becoming equal to the Father, you now have to make your aim and its qualifications the same.

67Follow brahmā bāp .

73Follow Father Brahma.

68Jō bhī saṅkalp bōl karma karō pahlē brahmā bāp sē milāō .

74Whatever your thoughts, words and deeds are, first of all compare them to those of Father Brahma.

69Copy karō .

75Copy!

70Duniyā mē̃ copy karnā manā hai lēkin bāpdādā kahtē haĩ brahmā bāp kō copy karō .

76In the world, it is forbidden to copy, but BapDada is telling you to copy Father Brahma.

71Nirākār bāp kē liē tō kahē̃gē uskō dēh nahī̃ tō dēhbhān kyā hai  !

77You would say that the incorporeal Father does not have a body, and so what is body consciousness to Him?

72Lēkin brahmā bāp dēhdhārī rahē haĩ .

78However, Father Brahma has been a bodily being.

73Vāstav mē̃ dēkhō āp jō surrender huē surrender hōnē vālē hāth uṭhāō jō surrender haĩ vah hāth uṭhāō .

79In fact, all of you who have surrendered - those who have surrendered, raise your hands! 80Those who have surrendered, raise your hands!

74Jab surrender kiyā tō kyā saṅkalp kiyā  ?

81What thought did you have when you surrendered yourselves?

75Tan man dhan sab bāp āpkā .

82That your body, mind and wealth now all belong to the Father.

76Aisē kiyā nā  ! 77Kiyā  ?

83You did this, did you not?

78Kiyā thā  ?

84Did you do this?

79Ismē̃ hāth uṭhāō .

85Raise your hands for this!

80Tō abhī surrender kiyā mērā nahī̃ tan bhī mērā nahī̃ dhan bhī mērā nahī̃ jaisē brahmā bāp nē bāp kō sēvārth śharīr dē diyā tō brahmā bāp jāntē thē ki yah śharīr mērā nahī̃ sēvārth hai .

86So whatever you have surrendered is no longer yours. 87"This body is not mine, this wealth is not mine." 88Father Brahma gave His body to the Father for the sake of service. 89So, Father Brahma knew that that body was not his, but that it was for service.

81Tō jab āpnē tan man dhan tīnō̃ arpaṇ kiyā tō āpkā śharīr bāp K|kē sēvārth nimitt hai . 82Jaisē brahmā bāp kā śharīr sēvā arth|earth rahā .

90So, since you have surrendered all three, your body, mind and wealth, then your body is an instrument for the Father's service just as Father Brahma's body was for service.

83Tō āpkā śharīr āpkā nahī̃ hai sēvārth hai .

91So, your body is not yours; it is for service.

84Tō yah jō saṅskār haĩ dēh abhimān vā dēhbhān kā yah hōnā chāhiē  ?

92So, should you have the sanskars that are there of ego of the body and of body consciousness?

85Agar yah smr̥iti mē̃ rakhō ki yah tan viśhva sēvā arth|earth hai mērā nahī̃ hai bāp nē āpkō sēvārth diyā hai .

93Keep this in your awareness: This body is for world service. 94It is not mine, but the Father has given it to me for service.

86Tō dēhbhān vā dēh abhimān dēh abhimān jyādā nuksān kartā hai .

95Body consciousness and ego of the body will then finish. 96Ego of the body causes a greater loss.

87Dēhbhān ussē halkā hai lēkin dōnō̃ jab dē diyā form bhartē hō tō kyā likhtē hō  ?

97Body consciousness is a little lighter than that, but since you have given both of them to the Father.... 98What do you write on the forms that you fill in?

88Teachers form bharātī hō nā tō kyā bharātī hō  ?

99Teachers, you ask for the forms to be filled in, do you not? 100So, what do you ask them to write on those?

89Ki yah mērā jīvan abhī sēvā prati hai .

101That this life of mine is now for service.

90Sabhī nē jō bhī brāhmaṇ banē haĩ un sabhī kā bāp sē vāydā hai tan man dhan bāp kā mērā nahī̃ .

102All of you who have become Brahmins have promised the Father: The body, mind and wealth now all belong to the Father; they are not mine.

91Tō yah saṅskār jō paidā hōtē haĩ vah dēh bhān yā dēh abhimān mē̃ hōtē haĩ isliē jō āj bhī vāydā kiyā hai saṅskār samāpti kā kyōṅki jō vighna ḍāltē haĩ bāp kō pratyakṣha karnē mē̃ sabhī kō umaṅg yah hai bāpdādā suntē rahtē haĩ kahtē bhī rahtē hō ki bāp kō pratyakṣha karnā hai abhī tak brahmākumāriyā̃ brahmākumār pratyakṣha huē haĩ bhagvān bāp ā gayā yah bāp key|kī pratyakṣhatā gupta hai .

103So the sanskars that take birth are out of ego of the body or out of body consciousness, and this is why you made a promise today for the finishing of sanskars because it is these that cause obstacles in revealing the Father. 104All of you have this enthusiasm. 105BapDada continues to hear this and you all continue to say that you have to reveal the Father. 106Until now the Brahma Kumaris and Brahma Kumars have been revealed. 107The Father's revelation that "God has come" is still incognito.

92Purūṣhārth kar rahē haĩ lēkin yah pratyakṣha āvāj phailē hamārā bāp ā gayā bhagvānuvāch hai na ki brahmākumāriyō̃ K|kē vāch haĩ .

108You are making effort for this, but the sound for revelation should now spread, "Our Father has come." 109These are versions of God, not the versions of Brahma Kumaris.

93Abhī yah pratyakṣhatā hōnī hī hai yah svabhāv saṅskār parivartan hōnā āp ēk-ēk K|kē chēhrē aur chalan sē pratyakṣha hōgā .

110This revelation has to take place now. 111Nature and sanskars have to be transformed. 112Revelation will take place through the face and activity of each one of you.

94Bāp kō pratyakṣha karnā hai kar rahē haĩ lēkin sabkē kānō̃ mē̃ yah āvāj gūñjē bhagvān ā gayā bāp ā gayā hōnā hai nā  !

113You have to reveal the Father. 114You are doing that, but the sound should now echo in everyone's ears that God has come, that our Father has come. 115It definitely has to happen.

95Hāth uṭhāō hōnā hai hōnā hai  ?

116Raise your hands to show that it has to happen! 117It has to happen, does it not?

96Hāth tō bahut achchhā uṭhāyā .

118You raised your hands very well.

97Bāpdādā khuśh hai ki sabhī K|kē man mē̃ lagan hai aur hōnā hī hai .

119BapDada is pleased that all of you have this deep love for it to happen, and it definitely does have to happen.

98Iskē liē jaisē kal sē saṅskār svabhāv kō parivartan karē̃gē vaisē hī uskā sādhan hai ki har ēk jō bhī brāhmaṇ haĩ her|har brāhmaṇ kō apnē chart mē̃ śhubh bhāvnā śhubh kāmnā kā viśhēṣh attention rakhnā hōgā .

120So, just as you will transform your nature and sanskars from tomorrow, in the same way, the method for this is that everyone who has become a Brahmin will have to pay special attention to their chart to have good wishes and pure feelings.

99Jaisē duniyā vālō̃ kō kām diyā ki kitnā samay śhubh bhāvnā kāmnā rakh saktē haĩ unkō kahā rakh saktē haĩ aur āp tō rakh hī saktē haĩ .

121You have given people of the world this work to see for how long they are able to have good wishes and pure feelings. 122You told them that it is possible to do this. 123Therefore, you can definitely do this.

100Kisī bhī samay kiskā bhī svabhāv saṅskār tab sāmnā kartā hai jab śhubh bhāvnā śhubh kāmnā us ātmā prati us samay nahī̃ hai .

124At any time, someone's nature or sanskars confront you when you do not have good wishes and pure feelings for that soul at that time.

101Tō āp bhī agar amr̥itvēlē sē yah saṅkalp karō ki mujhē her|har ātmā prati śhubh bhāvnā śhubh kāmnā rakhnī hī hai tō jō saṅkalp kiyā parivartan karnā hī hai vah pūrā kar sakē̃gē .

125So, if you have this thought from amrit vela, "I definitely have to have good wishes and pure feelings for every soul", you will then be able to fulfil the thought that you have had to definitely bring about transformation.

102Bātē̃ āyēṅgī bātō̃ kā kām hai ānā māyā hai nā  !

126Situations will come. 127It is the duty of the situations to come. 128It is Maya, is it not?

103Aur āpkā kām hai vijay prāpt karnā .

129And it is your duty to gain victory.

104Tō kal āpas mē̃ group banākē jō nimitt haĩ unhō̃ kō āpas mē̃ rūhrihān kar jō saṅkalp kiyā hai uskō āgē practical mē̃ kaisē lāyē̃ us par rūhrihān karnā .

130So, tomorrow, make a group among yourselves with those who are instruments and have a discussion about how to put into a practical form the thought that you have had.

105Finish bindī lagā dēnā .

131Finish! 132Put a full stop!

106Hāth tō uṭhāyā hai nā  !

133You raised your hands, did you not?

107Āgē vālō̃ nē hāth uṭhāyā .

134Those of you sitting at the front raised your hands.

108Tō āpkō nimitt bannā paṛēgā .

135So, you will have to become instruments for this.

109Jaisē brahmā bāp kē āgē kitnē saṅskār vālē pahlē-pahlē āyē ādi mē̃ brahmā bāp nē kitnē saṅskārō̃ kā khēl dēkhā .

136In the beginning, so many came with so many sanskars in front of Father Brahma. 137In the beginning, Father Brahma saw so many games of sanskars.

110Lēkin bāp K|kē sahyōg sē āgē baṛhtē aurō̃ kō bhī baṛhātē rahē jiskī result āj kitnī saṅkhyā hō gaī hai .

138However, with the Father's co-operation, he continued to move forward and inspired others to move forward too, and as a result of that there is such a large number today.

111Hilānē vālī bātē̃ ātē bhī achal rahē . 112Uskā pariṇām kitnē centre khulē kitnē programme hō rahē haĩ .

139Even though there were situations of fluctuation, he remained unshakeable, and, as a result of that so many centres opened and so many programmes are taking place.

113Ājkal kitnē programme hō rahē haĩ  ?

140How many programmes are taking place nowadays?

114Huē haĩ nā  !

141They are taking place, are they not?

115Yah sārī result brahmā bāp key|kī himmat pahlē akēlā brahmā bāp thā āp pīchhē āyē hō lēkin akēlā himmat rakh āgē baṛhā . 116Result mē̃ practical pramāṇ āp sab sāthī hō .

142All of this is a result of Father Brahma's courage. 143In the beginning Father Brahma was alone. 144All of you came later, but he maintained courage and moved forward by himself, and the practical proof has resulted in all of you becoming companions.

117Tō hai nā himmat  !

145So you have courage, do you not?

118Brahmā bāp nē akēlā himmat rakhī āp tō bahut sāthī haĩ .

146Father Brahma alone maintained courage, whereas now, there are so many of you companions.

119Tō follow father .

147So follow Father!

120Sabhī apnē kō brahmā bāp K|kē bachchē sāthī bachchē samajhtē hō nā sāth haĩ sāth chalē̃gē aur brahmā bāp kē sāth rājya mē̃ āyēṅgē .

148All of you consider yourselves to be children of Father Brahma and his companions, do you not? 149You are with him, you will return with him and you will come down into the kingdom with Father Brahma.

121Tō abhī samay hai jaisē brahmā bāp nē himmat rakhī result dēkh rahē hō tō itnē saṅgaṭhan mē̃ himmat kā pāṅw rakhō tō kyā nahī̃ hō saktā hai  !

150So, now is the time. 151Father Brahma maintained courage and you are the seeing the result. 152So keep the foot of courage in this gathering, then see what is not possible!

122Kalp kalp huā hai hōnā hī hai .

153It took place every cycle and it definitely has to happen.

123Tō abhī bāp kyā chāhtā hai vah sunāyā .

154So, the Father told you what He wants.

124Sirph āp sabhī ēk bāt karō vah ēk bāt hai sādhāraṇ purūṣhārth kō tīvr purūṣhārth mē̃ parivartan karō .

155Simply that all of you now just speak of one thing, and that is to transform ordinary effort into intense effort.

125Bāpdādā nē dēkhā ki kahā̃ kahā̃ albēlāpan hō hī jānā hai vijay tō hamārā janm siddha adhikār hai aisē gyān K|kē hisāb sē niśhchit hai lēkin albēlēpan mē̃ bhī yahī śhabda ātē haĩ hamārī vijay tō hai hī huī paṛī hai .

156BapDada saw that in some cases there is this carelessness: "It will happen. 157Victory is our birthright." 158In terms of knowledge, this is fixed, but these words "Victory is guaranteed for us" are also the words of carelessness.

126Kōī kām rūkā nahī̃ hai hōnā hī hai .

159Nothing has yet come to a standstill. 160It has to happen.

127Ēk hai purūṣhārth K|kē yah śhabda dūsrē albēlēpan K|kē bhī yahī śhabda hai .

161There are the words for effort and the same words are also used in carelessness.

128Kōī kām rūknā nahī̃ hai hōnā hī hai … tō yah albēlāpan hai yah bhī saṅskār check karnā .

162"Nothing is going to stop; it has to happen"... 163That is carelessness. 164So check these sanskars too.

129Albēlēpan key|kī niśhānī hai ki unkē jīvan mē̃ chhōṭī-chhōṭī bātō̃ mē̃ thakāvaṭ dikhāī dēgī .

165The sign of carelessness is that tiredness will be visible in their life in trivial things.

130Śhakla mē̃ vah khuśhī key|kī jhalak nahī̃ dikhāī dēgī sēvā sē puṇya ban rahā hai tō chēhrē par khuśhī hōnī chāhiē .

166That sparkle of happiness will not be visible on their faces. 167If you are performing charity in service, there should be that happiness on your face.

131Kisī na kisī prakār key|kī thakāvaṭ kā kāraṇ kōī na kōī bāt kā albēlāpan hai .

168To have one or another type of tiredness is a sign of carelessness of one kind or another.

132Jab karnā hī hai tō khuśhī sē karō .

169Since you have to do it, do it happily.

133Chēhrā āpkī sēvā karē chalan āpkī sēvā karē .

170Your face should do service. 171Your activity should do service.

134Tō āj majority kā saṅskār samāpti kā hāth dēkh bāpdādā bār-bār mubārak dē rahā hai .

172So, today, seeing the majority of you raise your hands for the finishing of sanskars, BapDada congratulates you again and again.

135Achchhā - is group mē̃ jō pahlī bār āyē haĩ vah uṭhō .

173Achcha. 174Those who have come for the first time in this group, raise your hands!

136Dēkhā kitnē haĩ  ?

175Did you see how many there are?

137Bahut haĩ .

176There are many.

138Hāth hilāō .

177Wave your hands!

139Jō pahlī bār āyē haĩ unkō apnē bāp sē milnē key|kī mubārak hō .

178Those who have come for the first time, congratulations on meeting your Father.

140Tō viśhēṣh samay pramāṇ abhī āpkō tīvr purūṣhārth karnā paṛēgā aur bāpdādā kā yah kahnā hai ki jō tīvr purūṣhārth karēgā ḍhīlā ḍhālā nahī̃ vah last sō fast aur fast sō first hō jāyēgā .

179Now, especially according to the time, you will have to make fast effort. 180BapDada says: Those who make fast effort, not just moving along in a slack way, though you have come last you can go fast and those who go fast can come first.

141Aisī kamāl karnā .

181Perform such a wonder!

142Chance hai .

182You have this chance.

143Aisē nahī̃ samjhō ham tō āyē last haĩ nahī̃ fast jā saktē hō .

183Do not think that you have come last; no. 184You can go fast.

144Lēkin her|har samay tīvr purūṣhārth karnā hī hai .

185However, you definitely do have to make fast effort at every moment.

145Badalnā hī hai .

186You definitely have to change.

146Gē-gē nahī̃ karnā dēkhē̃gē sōchē̃gē … gē-gē nahī̃ karnā .

187Do not leave it to the future: "I will see to it, I will think about it". 188Do not do this.

147Achchhā hai apnā ghar dātā kā ghar achchhā lagā nā  !

189It is good. 190You like your home and the home of the Bestower, do you not?

148Tō sabhī bhāī bahinē̃ bhī āpkā svāgat kartē haĩ .

191All brothers and sisters are also welcoming you.

149Achchhā .

192Achcha.

150Abhī chārō̃ ōr K|kē brāhmaṇ bachchō̃ kō bāpdādā kā snēh bharā yādpyār svīkār hō bāpdādā jāntē haĩ dūr baiṭhē bhī kaī bachchē dēkh bhī rahē haĩ milan bhī manā rahē haĩ un chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō bāpdādā yahī kahtē jaisē abhī sabhī majority nē hāth uṭhāyā saṅskār samāpt abhī āp sabhī bhī milkar ēk hī saṅkalp rūpī hāth uṭhā hī rahē hō ki ham sab milkar samāpti kē samay kō samīp lānē kē liē yah saṅkalp kar rahē haĩ aur chārō̃ ōr sampūrṇ samay hōnē par brahmā bāp śhiv bāp dōnō̃ kō pratyakṣha karē̃gē ki hamārā bāp ā gayā .

193All the Brahmin children from everywhere, please accept BapDada's love-filled love and remembrance. 194BapDada knows that some children are seeing and celebrating a meeting sitting far away. 195To all those children everywhere, BapDada is saying: Just as the majority of the children raised their hands to finish their sanskars, all of you together are also raising your hands collectively for this. 196You are having the thought of bringing the completion of time close. 197Then, when the completion of time comes, you will reveal both Father Brahma and Father Shiva everywhere, saying: Our Father has come.

151Sabkē mukh par bāp key|kī pratyakṣhatā hō jāē abhī is varṣh mē̃ yahī dr̥iṛh saṅkalp rakhō ki bāp kō pratyakṣha karnā hī hai .

198Let there be the Father's revelation on everyone's lips. 199Now, this year, have the thought that you definitely have to reveal the Father.

152Ādhā kām tō kiyā hai bachchō̃ kō bāp nē viśhva kē āgē pratyakṣha kiyā hai abhī bachchō̃ kā kārya hai bhagvān ā gayā yah āvāj viśhva K|kē ēk ēk bachchē tak pahuñchē .

200Half the work has been done. 201The Father has revealed you children in front of the world. 202Now, the children's task is to make this sound reach every child of the world: "God has come."

153Tō sabhī kō bāpdādā dēkh har ēk kō dil kā snēh dil kā pyār dil K|kē umaṅg utsāh sahit yādpyār dē rahē haĩ .

203Seeing each one, BapDada is giving each one love (sneh and pyar) from His heart and giving love and remembrance filled with zeal and enthusiasm.

154Achchhā .

204Achcha.

155Sēvā kā turn karnāṭak zone kā hai  : sēvā kā chance lēnā arthāt bāp K|kē samīp ānē kā chance milnā .

205It is the turn of Karnataka zone for service: To take this chance for service means to receive the chance of coming close to the Father.

156Dēkhō sēvā K|kē kāraṇ kitnē lōgō̃ kō ānē kā chance miltā hai .

206Look, because of service, so many people receive a chance to come.

157Sabkī duāyē̃ āp nimitt teachers kō miltī haĩ kyōṅki sēvā key|kī himmat rakhī aur chance itnō̃ kō milā .

207All of you instrument teachers receive everyone's blessings because you maintained courage for service and so many people received this chance.

158Bāpdādā nē dēkhā ki nayē nayē bhī pahlē bārī bahut āyē haĩ jō pahlē bārī āyē haĩ karnāṭak vālē vah lambā hāth uṭhāō .

208BapDada saw that many new ones have come for the first time. 209Those from the Karnataka zone who have come for the first time, raise your hands high!

159Pahlē bārī bhī bahut āyē haĩ .

210Many have come for the first time.

160Achchhā hai .

211It is good.

161Karnāṭak key|kī vr̥iddhi achchhī hai abhī jaisē vr̥iddhi huī hai vaisē tīvr purūṣhārth key|kī vidhi uskī bhī chārō̃ ōr lahar phailāō .

212The growth of Karnataka is good. 213Just as there has been this growth, so now also spread everywhere the wave of the method for making intense effort.

162Number lē lō .

214Claim this number.

163Saṅskār samāpti kā number lē lō .

215Claim a number in the finishing of sanskars.

164Lē saktē hō  ?

216Can you do this?

165Jō samajhtē haĩ ham pahlā number lē saktē haĩ vah hāth uṭhāō .

217Those who think that you can claim the first number, raise your hands!

166Achchhā hai .

218It is good.

167Aisā āpas mē̃ saṅgaṭhan karkē programme banāō sab ēk haĩ .

219Create a gathering among yourselves and make a programme. 220All are united.

168Bhinn-bhinn sthān haĩ lēkin haĩ ēk .

221There are the different places but all of you are one.

169Yah kamāl karkē dikhāō .

222Now perform this wonder.

170Hai nā himmat  ?

223You have this courage, do you not?

171Himmat hai  ?

224Do you have this courage?

172Tō bāpdādā kē pās samāchār tō ātā rahtā hai .

225BapDada continues to receive news.

173Tō madhuban mē̃ her|har mās apnē parivartan kā samāchār likhnā .

226So, write to Madhuban every month about your transformation. 227You will write, will you not?

174Likhē̃gē nā  !

228Every month?

175Her|har mās kā .

229Let the past be the past!

176Bītī sō bītī ab number one hōkē dikhāō .

230Now demonstrate this by claiming number one.

177Achchhā hai .

231It is good.

178Bāpdādā nē dēkhā sēvā achchhī hai abhī saṅgaṭhan dēkhnā chāhtē haĩ .

232BapDada saw that the service is good and He now wishes to see the gathering united.

179Example banō .

233Become an example.

180Ready .

234Ready?

181Ready haĩ  ?

235Are you ready?

182Hāth uṭhāō .

236Raise your hands!

183Āp dēkhnā ēk mās mē̃ result āyēgī .

237Just see, you will get the result in one month.

184Achchhā bahut-bahut viśhēṣh yādpyār .

238Achcha. 239Lots and lots of special love and remembrance.

185CAD group  : achchhā - nām hī dilvālē haĩ tō dil vālē tō sadā dil mē̃ samāyē huē hō .

240CAD group. 241Your name is those with a heart, and so those with a heart are always merged in the heart.

186Achchhā kiyā hai āp dil kē nimitt example banē hō aurō̃ K|kē bhī lēkin kitnā ūñchā bhāgya banānē kē nimitt bantē hō .

242You have done well. 243Because of the heart, you have become examples for others too. 244You become instruments to create such great fortune.

187Tō bāpdādā kō pasand hai ki dil vālē aurō̃ key|kī bhī sēvā achchhī kartē haĩ .

245BapDada likes how those of this heart group also serve others very well.

188Jō nimitt banē haĩ apnā samāchār sunākar aurō̃ kō bhī bāp kā banānē K|kē aisē nimitt bannē kā chance lēnē vālō̃ kō bāpdādā mubārak dētē haĩ .

246Those who have become instruments, you share your news and become instruments to make others belong to the Father. 247BapDada is congratulating those who take this chance.

189Sabkō yahī mubārak hai ki āgē baṛhtē chalō aur aurō̃ kō bhī baṛhātē chalō .

248Congratulations to everyone for continuing to move forward and continuing to make others move forward too.

190Bākī bāpdādā kō yah sēvā pasand hai .

249BapDada likes this service.

191Sirph bīmārī key|kī nahī̃ paramātma dil mē̃ samānē kā bhī chance miltā hai tō baṛhtē rahō aurō̃ kō bhī āgē baṛhātē rahō .

250It is not just of curing their illness, but you also get a chance to make them merge in God's heart. 251So continue to move forward and make others move forward.

192Double vidēśhī  : bāpdādā kō achchhā lagtā hai her|har group mē̃ vidēśhī bhī ātē hī haĩ .

252Double foreigners: BapDada likes how there are those from abroad in every group.

193Tō bāpdādā nē dēkhā ki vidēśhiyō̃ kō jaisē double foreigners kā title dētē haĩ vaisē double pyār hai .

253BapDada has seen that just as you have the title of being double foreigners, in the same way, you have double love.

194Bābā kahnē sē khuśhī mē̃ jhūmtē haĩ .

254By saying "Baba" you swing in happiness.

195Sēvā bhī kartē haĩ double sēvā bhī kartē us government key|kī bhī aur almighty government key|kī bhī .

255You do service; double service. 256You serve that Government and also the Almighty Government.

196Aisē bābā sē pyār bhī bahut achchhā hai .

257You also have a lot of love for Baba.

197Phark bhī bahut achchhā ā rahā hai .

258There is very good transformation taking place.

198Abhī sabhī paramātma culture K|kē hō gayē haĩ .

259Now, all of you have become those with Godly culture.

199Foreign culture nahī̃ paramātma culture vālē .

260It is not a foreign culture; you are those with God's culture.

200Sahaj hō gayē haĩ .

261It has become easy.

201Pahlē sōchtē thē yah culture kaisē badalē|badlē lēkin abhī bābā nē dēkhā hai ki aisē samajhtē haĩ ki hamārā pahlē yahī culture thā vahī culture ban gayā .

262Earlier, you used to think: How should we change our culture? 263However, now Baba has seen that you now believe that this was your original culture and that you have now come back to that.

202Sahaj muśhkil nahī̃ lagtā hai kyō̃  ?

264It is easy. 265Why do you not find it difficult?

203Kyōṅki her|har kalp mē̃ āp bāp K|kē banē haĩ vah kalp pahlē vālā apnā hak lē rahē haĩ .

266Because you have belonged to the Father every cycle and you are claiming your right of the previous cycle.

204Bahut achchhā .

267Very good.

205Purūṣhārth mē̃ bhī āgē baṛh rahē hō yah bābā kō bahut khuśhī hai .

268You are also moving forward in your effort and Baba is very pleased with that.

206Āp bhī double khuśhī mē̃ rahtē hō  ?

269You maintain double happiness, do you not?

207Double khuśhī hai  ?

270Do you have double happiness?

208Hāth uṭhāō .

271Raise your hands!

209Achchhā lagtā hai bēhad kā bāp bēhad kā saṅgaṭhan hō jātā hai .

272It feels good - the unlimited Father and the gathering become unlimited.

210Tō bāp kō bhī khuśhī hai ki jagah jagah sē sabhī apnē bēhad K|kē ghar mē̃ pahuñch jātē haĩ .

273The Father is also pleased that all of you reach your unlimited home from all the different places.

211Achchhī result hai aur āgē bhī achchhī result hōnī hī hai .

274The result is good and the result in the future will also be good.

212Niśhchit hai .

275It is guaranteed.

213Isliē ānē key|kī mubārak hō mubārak hō .

276Therefore, congratulations! 277Congratulations on your coming here.

214Achchhā .

278Achcha.

215Mōhinī bahan sē  : hisāb chuktū kar rahī hai hō jāyēgā .

279To Mohiniben: You are settling your accounts and it will finish.

216Īśhū dādī sē  : yah ṭhīk hai  !

280Ishu Dadi: This one is fine.

217Mauj mē̃ uṛ rahī haĩ .

281You are flying with pleasure.

218Dādī jānkī  : āpkō rahm bahut hai .

282Dadi Janki: You have a lot of mercy.

219 ( jaldī jaldī hō jāē ) hō jāyēgā āpkā saṅkalp phail rahā hai .

283(Everything should now happen fast.) 284It will happen. 285Your thought is spreading.

220Abhī madhuban foreign mē̃ yād āyēgā . 221Abhī thōḍī sēvā jyādā kī hai .

286Everyone abroad will now remember Madhuban now that a little more service has taken place.

222Hō jāyēgā .

287It will happen.

223Dādī bhī dēkhtī rahtī hai sabhī kē sāth anubhav kartī hai .

288Dadiji also continues to see everything. 289She experiences everyone's company.

224Achchhā hai .

290It is good.

225Jayantī bahan sē  : ( jayantī bahan nē vidēśh kā samāchār sunāyā ) achchhā hai yah bhī hissā bākī hai āpkā sun karkē unkō jō khuśhī miltī hai vah khuśhī key|kī lahar ēk sē anēk tak pahuñchtī hai .

291To Jayantiben: (Jayantiben gave news of service abroad.) 292It is good. 293That place was still left. 294Hearing you, the wave of happiness that they experienced will reach many others.

226Part achchhā milā hai chakkar lagātē rahō sēvā kartē rahō .

295You have received a good part. 296Continue to tour around and continue to serve.

227Is bārī foreign vālō̃ nē India mē̃ bhī sēvā achchhī kī hai chance liyā hai .

297This time, those from abroad have done good service in India. 298You have taken that chance.

228Achchhā kiyā hai .

299You have done well.

229Ramēśh bhāī sē  : tabiyat ṭhīk hai .

300Rameshbhai: Is your health OK?

230Sabhī kō yād kā return dēnā .

301Give everyone the return of their remembrance.

231Ēk ēk kō kahnā āpkō lākh guṇā yādpyār .

302Tell each one: A hundred thousandfold love and remembrance from Baba.

232Tīnō̃ bhāīyō̃ sē  : achchhā āp sabhī bhī āpas mē̃ baiṭh yagya prati bhaviṣhya kyā kyā karnā hai baṛhānā hai vah plan banāō .

303To the three senior brothers: All of you should sit together and make plans for the yagya for what should be done in the future and how to move forward.

233Sirph department kā nahī̃ total yagya yā chārō̃ ōr kyā kyā vr̥iddhi karnī hai nirvighna aur sabhī nirvikalp kaisē banē̃ yah plan āpas mē̃ sōchō āgē kyā karnā hai .

304Do not only think of the departments, but think of the total yagya as a whole, and what expansion should take place everywhere. 305Think among yourselves of a plan for how to become free from obstacles and how to become free from any waste thoughts and what you should do in the future.

234Jō route mē̃ chal rahē haĩ vah tō chal rahē haĩ lēkin āgē kyā karnā hai aisē meeting karō .

306You are moving along the route that you are moving on and that is fine, but have a meeting about what should be done in the future.

235Achchhā .

307Achcha.

236Pardādī sē  : āpkō dēkh karkē sabhī khuśh hōtē haĩ .

308To Par Dadi: Everyone becomes happy on seeing you. 309Why? 310(I am Baba's daughter.)

237Kyō̃  ?

311It is good.

238 ( bābā key|kī bēṭī hū̃ ) achchhā hai tabiyat kaisī bhī hai lēkin khuśh rahtī hō yah khuśhī dēkh karkē khuśh hōtē haĩ .

312No matter what your health is like, you still remain happy. 313Everyone becomes happy on seeing your happiness.

314* O M S H A N T I *