बुधवार 2 मार्च 2011 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
002-03-11 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
002-03-2011 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
1 is birth day par sabhī ēk dō kō umaṅg-utsāh dilātē sahyōgī bantē vyarth saṅkalp K|kē ak kā fool|phūl arpaṇ karō master sarvśhaktivān K|kē svamān key|kī seat par rah ismē̃ number one kā inām lō|low
1On this birthday, giving one another zeal and enthusiasm, being co-operative with one another surrender the uck flower of waste thoughts. 2Remain seated on the seat of the self-respect of a master almighty authority and claim the number one prize.
2Āj āp sabhī aur sāth mē̃ chārō̃ ōr K|kē sarv bachchē amr̥itvēlē sē lēkē baṛē snēh bharī mubārakē̃ apnē prēm aur khuśhī kī dē rahē haĩ .
3Today, all of you and also all the children everywhere have been giving your greetings of love and happiness with a lot of love from amrit vela.
3Tō bāp bhī āp sabhī sikīladhē bachchō̃ kō is jayantī key|kī mubārakē̃ dēnē āyē haĩ .
4The Father has also come to give you long-lost and now-found children greetings for this birthday.
4Ēk-ēk bachchā bāp kē liē ati pyārā dil kā dulārā hai .
5Each child is very much loved by the Father and is dear to the heart.
5Tō bāpdādā apnē bāhō̃ key|kī mālā sē āp sabkō mubārakē̃ dē rahē haĩ .
6BapDada is giving all of you greetings with the garland of His arms.
6Bāpdādā dēkh rahē haĩ āp tō sāmnē mubārak dē bhī rahē hō lē bhī rahē hō .
7BapDada is seeing that all of you who are in front of Baba are giving greetings and also receiving greetings.
7Lēkin chārō̃ ōr K|kē bachchē kaī sthānō̃ mē̃ mubārakē̃ dē rahē haĩ aur bāp bhī dēśh vidēśh sab taraph K|kē bachchō̃ kō ati snēh pūrvak mubārakē̃ dē rahē haĩ .
8All the children in the many places everywhere are giving greetings and the Father is also giving all the children from this land and abroad greetings filled with a lot of love.
8Bāpdādā dēkh rahē haĩ her|har bachchā khuśhnumā sūrat sē pyār K|kē sāgar mē̃ laharā rahē haĩ .
9BapDada is seeing that all the children with their happy faces are moving along in the waves of the ocean of love.
9Bāp kō khuśhī hai ki bāp akēlā nahī̃ ātā hai bachchō̃ kē sāth hī ātē haĩ kyōṅki bāp ātē hī haĩ yagya rachnē .
10The Father is happy that He does not come alone; He comes with the children because He comes to create the yagya (sacrificial fire).
10Tō yagya mē̃ kaun hōtē haĩ ?
11So, who is in the yagya?
11Brāhmaṇ .
12Brahmins.
12Isliē bāp akēlē nahī̃ ātē lēkin sāth bachchō̃ K|kē āyē haĩ kyōṅki yahī jayantī sab jayantiyō̃ sē wonderful hai .
13This is why the Father does not come alone but has come with the children because this birthday is the most wonderful of all the birthdays.
13Sārē kalp mē̃ yah ēk hī jayantī hai jō bāp aur bachchō̃ kā sāth mē̃ janm hōtā hai isliē is jayantī kō kahā hī jātā hai hīrē tulya jayantī .
14Throughout the whole cycle, this is the only birthday in which the Father's and the children's birthdays are at the same time and this is why this birthday is said to be as valuable as a diamond.
14Bāp bhī viśhēṣh ādi ratna bachchō̃ kō viśhēṣh mubārak dē rahē haĩ .
15The Father is also giving special greetings to all the children who are the original jewels.
15Tō āp sabhī āj mubārak dēnē āyē hō vā lēnē bhī āyē hō !
16So, have all of you come here today to give greetings and also to receive greetings?
16Bāp kā kahnā hī hai sāth rahē̃gē sāth uṛē̃gē sāth āyēṅgē aur brahmā bāp kē sāth rājya karē̃gē .
17The Father says: We will remain together, fly back together, come together and rule (with Father Brahma).
17Sāth rahnē kā vāydā hai .
18Baba has promised to remain with you.
18Āp bhī kyā kahtē hō ?
19What do you also say?
19Ham bhī jahā̃ bāp vahā̃ sāth-sāth hōṅgē .
20We will also be with him where the Father stays.
20Yah hai bachchō̃ kā bāp sē bāp kā bachchō̃ sē vāydā .
21This is the promise of the children to the Father and Father to the children.
21Kahā̃ bhī śharīr dvārā rahtē haĩ lēkin dil mē̃ sadā bāp sāth hai isīliē bāp kō dilārām kahtē haĩ .
22Physically, you may be living elsewhere, but in your heart, the Father is always with you and this is why the Father is called Dilaram (The Comforter of Hearts).
22Yahā̃ yādgār bhī dilvālā mandir hai .
23Even the memorial here is the Dilwala Temple.
23Tō sabhī K|kē dil mē̃ sāth mē̃ dilārām hai nā !
24So, the Comforter of Hearts is with all of you in your hearts, is He not?
24Aur bāp sadā bachchō̃ kō kahtē haĩ kabhī bhī akēlē nahī̃ bannā .
25The Father always tells you children never to remain alone.
25Sadā sāth haĩ sāth rahnā hī hai .
26You always have to be together.
26Akēlē hōṅgē tō māyā apnā chance lētī hai aur sāth hai tō svayã light house sāth hai uskē āgē māyā dūr sē hī bhāg jātī najdīk bhī nahī̃ ā saktī hai isliē bachchō̃ kā bāp sē bāp kā bachchō̃ sē sadā sāth kā vāydā hai .
27You have to remain together. 28If you remain alone, Maya will take her chance, whereas if you are with the Father, then the Lighthouse Himself is with you. 29When in front of Him, Maya will run away from a distance. 30She cannot even come close to you and this is why the children have promised the Father and the Father has promised the children to remain constantly together.
27Āp sabhī kā bhī vāydā hai nā !
31This is the promise of all of you too, is it not?
28Sāth haĩ sāth rahē̃gē .
32We are together and we will remain together.
29Achchhā lagtā hai nā sāth mē̃ .
33You like being together, do you not?
30Hā̃ bhalē hāth uṭhāō .
34Yes, you may raise your hands.
31Bāpdādā nē dēkhā her|har bachchā amr̥itvēlē bāp sē bahut dil key|kī bātē̃ kartē haĩ .
35BapDada saw that at amrit vela, all the children tell Baba about the matters of their hearts a lot.
32Vaisē tō samay nahī̃ miltā lēkin amr̥itvēlē har ēk bahut mīṭhī-mīṭhī dil key|kī bātē̃ kartē haĩ aur bāp bhī har ēk bachchē kō dil key|kī bātē̃ sunkar sab bātō̃ kā uttar bhī dētē haĩ .
36Otherwise, you don't have time but at amrit vela all of you tell many sweet matters of your hearts and the Father too hears about the matters of the hearts of all the children and gives a response to all of them.
33Sabhī kō ēk bāt key|kī bahut khuśhī hai ki ham dil sē kahtē mērā bābā tō bāp hājar hō jātē . 34Hajūr hājar hō jātē .
37All of you are very happy about one thing: You say from your heart: Mera Baba (My Baba) and the Father becomes present; the Lord becomes present.
35Ismē̃ sirph dil key|kī bāt hai .
38This is a matter of just the heart.
36Aur kuchh karnē key|kī jarūrat nahī̃ dil sē kahā mērā bābā hajūr hājar .
39There is no need to do anything else. 40You said with your heart "Mera Baba" and the Lord became present.
37Tō āj chārō̃ ōr sē bāpdādā K|kē kānō̃ mē̃ mīṭhā gīt baj rahā thā .
41Today, a sweet song was playing in BapDada's ears from everywhere.
38Kaun sā gīt ?
42Which song?
39Mērā bābā pyārā bābā mīṭhā bābā .
43"My Baba, lovely Baba, sweet Baba!"
40Aur bāpdādā bhī bachchō̃ K|kē snēh mē̃ samāyē huē thē samāyē huē haĩ .
44BapDada, too, was and is, merged in the love of the children.
41Abhī bāpdādā āpkē snēh K|kē divya kartavya kō dēkh āpkē bhakta vah bhī cum|kam buddhi vālē nahī̃ haĩ .
45Seeing the divine activity of your love, the intellect of your devotees is no less.
42Unhōnnē bhī āpkē yādgār key|kī copy bahut achchhī banāī hai .
46They have copied your memorial very well.
43Dvāpar mē̃ āyē pahlā pahlā janm vaisē bhī satōpradhān hōtā hai kyōṅki paramdhām sē ātmā ātī hai .
47They come in the copper age, and their first birth is satopradhan in any case because those souls come from the supreme abode.
44Tō bhaktō̃ K|kē taraph bhī āj dr̥iṣhṭi gaī .
48So, today, Baba's vision also fell on the devotees.
45Tō copy baṛī yuktiyukt kī hai kyōṅki āpkē śhurū-śhurū vālē viśhēṣh bhakta jaisā āpkā practical karma hai vaisē hī unhōnnē bhī yādgār key|kī copy achchhī banāī hai .
49They have copied you accurately because whatever your practical actions are, your special devotees of the beginning period have copied your memorials very well.
46Lēkin āpkā practical hai unhō̃ kā yādgār hai .
50However, yours is practical whereas theirs is a memorial.
47Jaisē āpnē vrat liyā kaun sā vrat liyā ?
51You have made a vow. 52What vow have you made?
48Pavitratā kā .
53Of purity.
49Tō vah bhī vrat lētē haĩ vrat key|kī copy kī hai lēkin āpkā vrat ēk janm mē̃ lēnē sē anēk janm vah vrat chaltā hai .
54They also make a vow. 55They have copied making a vow, but when you make a vow for one birth, it continues for many births.
50Vah ēk din kē liē pavitra bhī rahtē aur khān-pān bhī śhuddha rakhtē haĩ .
56They remain pure for one day and also have pure food and drink.
51Āpkā 21 janmō̃ kā vrat unhō̃ kā alpkāl kē liē hai .
57Your vow is for 21 births whereas theirs is for a temporary period.
52Aisē hī jāgraṇ āp rōśhnī mē̃ āyē tō sārē viśhva K|kē andar andhkār miṭāyā .
58It is the same for jagran (staying awake through the night): you came into the light and dispelled the darkness throughout the whole world.
53Ādhākalp andhkār ā nahī̃ saktā .
59Darkness cannot come for half the cycle.
54Man kā andhkār miṭāyā aur bāhar prakr̥iti kā duḥkh andhkār miṭāyā .
60You dispelled the darkness of the mind and, externally, you dispelled the darkness and sorrow of matter.
55Vah bhī copy kī hai jāgraṇ kartē haĩ .
61They have also copied that by staying awake through the night.
56Aur bāt āp bāp kē ūpar balihār gayē bali chaṛh gayē .
62And, another thing: you surrendered yourselves to the Father; you sacrificed yourselves.
57Pūrṇ surrender hō gayē tō unhōnnē bhī copy kī hai lēkin apnē kō nahī̃ kartē apnē kō bali nahī̃ chaṛhātē haĩ kiskō chaṛhātē haĩ ?
63You surrendered yourselves completely and so they have also copied you, but they don't sacrifice themselves. 64They don't sacrifice themselves, but whom do they sacrifice?
58Jāntē hō nā !
65Do you know that?
59Bakrē kō chaṛhātē haĩ .
66They offer a goat.
60Bakrē kō kyō̃ ḍhūṇṛhā aur kiskō nahī̃ ḍhūṇḍhā .
67Why did they only find a goat and not anything else?
61Sab hans rahē haĩ jāntē hō .
68All of you are laughing because you know why.
62Jō bāp āp bachchō̃ kō bār-bār iśhārā dētā hai maĩ pan chhōṛ nimitt bhāv dhāraṇ karō tō unhōnnē bhī bakrē kō ḍhūṇḍhā hai kyōṅki vah bhī mē̃ mē̃ kartā hai .
69The Father has repeatedly been signaling to you: Renounce the consciousness of "I" and adopt the consciousness of being an instrument, and so they found a goat because it always says "meh, meh".
63Tō bhaktō̃ key|kī buddhi kamāl key|kī tō hai nā !
70So, the intellects of the devotees are wonderful.
64Āpkē bhakta haĩ nā .
71They are, after all, your devotees.
65Bāp K|kē āpkē bhakta haĩ .
72They are the devotees of the Father and you.
66Isīliē bāp āpkē bhaktō̃ kō bhī jō sachchī dil sē kartē haĩ unkō kuchh na kuchh phal dē dētē .
73This is why the Father gives one fruit or another to your devotees who worship you with a true heart.
67Bhakti kā phal vah bhī sadā sachchē aur sātvik rahtē haĩ khuśh rahtē haĩ .
74The fruit of devotion is that they too always remain true and saattavik. 75They remain happy.
68Duḥkh mē̃ duḥkhī nahī̃ hōtē haĩ kyōṅki bhakti sachchī dil sē kartē haĩ .
76They do not experience sorrow at times of sorrow because they perform their devotion with a true heart.
69Tō bāp bhī ājkal āp bachchō̃ kō yahī iśhārā dētē haĩ ki maĩpan nahī̃ lāō .
77So, nowadays, the Father too is also signaling to you children to renounce the consciousness of "I".
70Maĩ jō kahtā hū̃ vahī hō .
78"Only what I am saying should happen.
71Maĩ hī ṭhīk kahtā hū̃ vahī hōnā chāhiē .
79I am the only one who is right, and so only that should happen."
72Yah maĩ maĩ ēk sādhāraṇ hai maĩ śharīrdhārī hū̃ dēhdhārī hū̃ lēkin ēk hai sādhāraṇ maĩ aur dūsrī hai mahīn maĩ usmē̃ bāp key|kī dēn kō bhī mainnē kiyā mainnē bōlā maĩ kartā hū̃ bāp key|kī viśhēṣhatāō̃ mē̃ bhī maĩpan ā jātā hai .
80One is the ordinary consciousness of "I" - I am a bodily being; I am a physical being. 81However, one is the ordinary "I" and the other is the subtle "I". 82In that, you even consider the Father's gift to be yours: "I did this; I said this; I am doing this." 83You have the consciousness of "I" for the specialities given to you by the Father.
73Gyān key|kī samajh viśhēṣhatāō̃ key|kī samajh usmē̃ bhī mahīn maĩpan ā jātā hai .
84There is the subtle "I" even for the understanding of knowledge and the understanding of your specialities.
74Tō bāp iśhārā dētē rahtē haĩ ki maĩ aur mērā sadā mērā bābā usī taraph dil kā lagāv hō .
85BapDada is signalling to you that for "I" and "mine", always think "My Baba". 86Your heart should be attached to just that One.
75Had kā mērā mērā nām mērā śhān iskō samāpt kar maĩ bābā kā bābā mērā kitnī khuśhī hōtī hai . 76Bhagvān mērā hō gayā aur kyā chāhiē !
87Finish the limited "mine" of "My name, my honour etc." and just let it be, "I belong to Baba and Baba belongs to me." 88Then there will be so much happiness: "God is now mine. 89What more could I want?"
77Tō ēk hai sādhāraṇ mērā ēk hai mahīn mērā .
90One is the ordinary "mine" and the other is the subtle "mine".
78Yah mahīn mērā mailā kar dētī hai aur mērā bābā mālāmāl kar dētā hai .
91This subtle "mine" makes you dirty (meela) whereas "My Baba" makes you full of all treasures (maallamal).
79Tō āj birth day manānē āyē hō .
92Today, you have come to celebrate the birthday.
80Apnā bhī birth day manānē āyē hō nā .
93You have come to celebrate your own birthday too.
81Bāp bachchō̃ K|kē binā kuchh nahī̃ kartā .
94The Father does not do anything without the children.
82Isīliē āj bāp bachchō̃ K|kē janm utsav key|kī mubārak dēnē āyē haĩ vāh mērē bachchē vāh !
95This is why the Father has come today to give birthday greetings: Wah My children! wah!
83Abhī ēk bāt kahū̃ taiyār haĩ !
96Now, shall I say something? 97Are you ready for it?
84Kahē̃ ?
98Should Baba tell you?
85Karnā paṛēgā .
99You will then have to do it.
86Hāth uṭhāō karē̃gē ?
100Raise your hands if you are going to do it!
87Double foreigners karē̃gē ?
101Double foreigners, will you do it?
88Teachers karē̃gē ?
102Teachers, will you do it?
89Achchhā .
90Tō āj bāpdādā jaisē yādgār mē̃ śhiv paramātmā key|kī yādgār mē̃ ak K|kē fool|phūl chaṛhātē haĩ gulāb K|kē nahī̃ aur kōī fool|phūl nahī̃ chaṛhātē ak K|kē fool|phūl chaṛhātē haĩ .
103Until now, in the memorial of today, they offer an uck flower to Shiva, the Supreme Soul. 104They do not offer a rose or something else, but only an uck flower.
91Tō āj bāpdādā āpkō kaun see|sī|C bāt arpaṇ karō vah homework dēnē chāhtē haĩ .
105Today, what does BapDada want you to surrender? 106This is your homework.
92Taiyār hō nā !
107You are ready for it, are you not?
93Achchhā .
108Achcha.
94Yah tō bachchō̃ kā bāp kō bahut achchhā lagtā hai hā̃ jī sab kartē haĩ .
109BapDada likes it very much when all of you children say: Ha ji (yes indeed).
95Tō āj birth day par bāp kā yah saṅkalp hai ki sabhī ēk dō kō umaṅg utsāh dilātē huē ēk dō K|kē sahyōgī bantē huē vyarth saṅkalp kā ak kā fool|phūl arpaṇ karō .
110So, today, on the birthday, the Father's thought is: while giving zeal and enthusiasm to one another and being co-operative with one another, offer the uck flower of waste thoughts.
96Vyarth saṅkalp na karnā hai na sunnā hai aur na saṅg mē̃ ākar vyarth saṅkalpō̃ K|kē saṅg kā raṅg lagānā hai kyōṅki vyarth saṅkalp jahā̃ hōgā vahā̃ yād kā saṅkalp gyān K|kē madhur bōl jiskō murlī kahtē hō vah śhuddha saṅkalp smr̥iti mē̃ nahī̃ rahē̃gē .
111You mustn't have waste thoughts. 112You mustn't hear anything wasteful, nor must you colour yourself with the company of waste thoughts by going into someone's company. 113This is because, wherever there are waste thoughts, you will not be able to keep in your awareness pure thoughts of remembrance, sweet words of knowledge, which you call the murli.
97Chāhē murlī suntē bhī hō paṛhtē bhī hō vah tō āvaśhyak hai .
114You may be listening to a murli, you may be reading it and that is essential.
98Brāhmaṇō̃ kā niyam hai lēkin sunnē tak rahēgī .
115It is the discipline of Brahmins, but it will only remain with you up to that point (just until hearing it).
99Man mē̃ manan nahī̃ chalēgā .
116There won't be any churning in your mind.
100Sōchē̃gē kahē̃gē āj key|kī murlī bahut achchhī thī .
117You will think and also say: Today, the murli was very good.
101Sōch rahī hū̃ kyā thī .
118I am thinking about it.
102Vardān bhī bahut achchhā thā lēkin yād ā jāyēgā … .
119The blessing was also very good, and yes, I will remember it shortly...
103Vyarth saṅkalp man buddhi kō apnē taraph ākarṣhit karnē vālē haĩ .
120Waste thoughts will attract your mind and intellect towards themselves.
104Patā hai āpkō kyā kahtē haĩ bāp kē āgē ?
121Do you know what you say to the Father?
105Bābā interested samāchār tō sunnā chāhiē nā .
122Baba, we should listen to interesting news, should we not?
106Knowledgeful bannā hōtā hai lēkin vyarth bātē̃ pad key|kī prāpti mē̃ nuksān kar dē̃gī .
123We have to be knowledge-full. 124However, wasteful matters cause a loss in the attainment of a status.
107Tō kyā āp sabhī vyarth saṅkalp kā bāp sē vāydā kartē hō ?
125So, are all of you children promising the Father not to have waste thoughts?
108Āp kahē̃gē ham tō nahī̃ chāhtē lēkin vah ā jātē haĩ .
126You would say: We don't want them to come, but they come.
109Chāhtē nahī̃ haĩ lēkin ā jātē haĩ .
127We don't want them but they still come.
110Tō bāp kō dr̥iṛh saṅkalp sē dēnē sē pahlē dēnā ātā hai ?
128So, you have to give them to the Father with determination. 129First of all, do you know how to give?
111Bāp kō dē diyā .
130You have given them to the Father.
112Dī|the huī chīj agar āpkē pās|pass vāpas bhī ā jāē tō dī|the huī chīj āp rakhē̃gē ki vāpas karē̃gē ?
131If something you have given away comes back to you, would you keep it or return it?
113Agar dī|the huī chīj āp apnē pās|pass rakhtē hō tō āpkā title kyā hōgā ?
132What would your title be if you were to keep something you had already given away?
114Tō bāp kō ēk bār apnī rūchi sē dr̥iṛhtā sē dē dō .
133Just give it to the Father once and for all with your own interest and with determination.
115Aur check karō bār-bār dī|the huī chīj hamārē pās|pass vāpas tō nahī̃ I|āī|eye !
134Then, check again and again: Something that I have given away is not coming back to me, is it?
116Dūsrē key|kī chīj apnī banānā iskō achchhā nahī̃ māntē haĩ .
135It is not considered good for you to consider something that belongs to others to belong to you.
117Tō rōj ārām K|kē pahlē ārām bād mē̃ karnā pahlē check karnā - āj sārē din mē̃ kōī bhī vyarth saṅkalp āyā tō nahī̃ ?
136So, every night, before going to sleep, go to sleep afterwards, but first check yourself: Today, throughout the day, did I have any waste thoughts?
118Kiyā tō nahī̃ ?
137Did I do anything wasteful?
119Dī|the huī chīj vāpas tō nahī̃ lē lī ?
138I haven't taken back something that I gave away, have I?
120Tō āj birth day key|kī saugāt dēnē key|kī himmat hai nā !
139Today, do you have the courage to give the birthday gift?
121Hai himmat ?
140Do you have this courage?
122Hāth uṭhāō himmat hai .
141Raise your hands if you have the courage!
123Tō jahā̃ himmat hai vahā̃ bāpdādā bhī āpkō saugāt dēgā .
142Where there is courage, BapDada will give you a gift.
124Āp dil sē mērā bābā dayālu kr̥ipālu bābā āp yah chīj lē lō .
143Say from your heart: My Baba, merciful and compassionate Baba, take this!
125Agar dil sē kahē̃gē tō bāp extra gift dēgā .
144If you say it from your heart, then the Father will give an extra gift.
126Kyōṅki himmat āpkī extra madad bāp dēgā .
145With your courage, the Father will give you extra help.
127Jahā̃ himmat hai vahā̃ bāp key|kī madad avaśhya hai hī yah tō anubhav kiyā hai nā kyōṅki bāpdādā kāphī samay sē sūchnā dē rahā hai ki ab tīvr purūṣhārth kā rāstā hai tīn bindu lagānā . 128Bindu hū̃ bāp bindu kō yād karnā hai aur bītī kō bindū lagānā fullstop bindū hai .
146Where you have courage, you will definitely receive help from the Father. 147You have experienced this, have you not? 148Because BapDada has been warning you for some time that the way to make intense effort now is to apply the three dots: I am a dot, remember the Father, the Dot, and put a dot, full stop, to the past.
129Jiskō bāpdādā kahtē haĩ manan karō bindū bannā hai bindū dēkhnā hai aur bindū lagānā hai isliē bindu kā bahut mahatva hai .
149For this, BapDada says: Churn this, become a dot, see a dot and put a dot. 150That is why the dot has a lot of importance.
130Ājkal K|kē jamānē mē̃ bhī bindu kā mahatva hai . 131Dēkhō paisē gintī kartē haĩ nā .
151The bindu (zero) has a lot of importance in today's world too, when people count money.
132Ājkal sabkā pyār sabsē jyādā kissē hai ?
152What is it that people love the most nowadays?
133Paisā .
153Money.
134Tō paisā baṛhtā kaisē hai ?
154How does money increase?
135Bindū lagātē jāō 10 kō bindū lagāō 100 hō jāyēgā . 136Dūsrī bindū lagāō tō 1000 hō jāyēgā . 137Tō bindū kā mahatva hai lēkin aslī bindū kaun sā hai vah bhūl gayē haĩ .
155Continue to add a zero. 156Add a zero to 10 and it becomes 100. Add another zero and it becomes 1000. They give importance to a zero, but they have forgotten what the real zero is.
138Tō āj bāp kō janm din key|kī saugāt dī|the ?
157So, today, did you give the Father the birthday gift?
139Dī|the ?
158Did you?
140Dil sē dī|the ?
159Did you give it from your heart?
141Kyō̃ kyā tō nahī̃ karē̃gē .
160You will not ask "Why?" or "What?", will you?
142Kaisē karū̃ kyō̃ karū̃ ?
161"How can I do it? 162Why should I do it?"
143Yah kai kai key|kī bhāṣhā kharāb hai .
163This language of questioning is bad.
144Kyō̃ karū̃ kaisē karū̃ kyō̃ kyō̃ kai kai nahī̃ karnā .
164"Why should I do it? 165How should I do it?" 166Do not ask these questions.
145Tō saugāt dēnē kē liē khuśhī-khuśhī sē hāth uṭhāyā hai yā saṅgaṭhan mē̃ majbūrī sē ?
167Have you raised your hand happily or out of compulsion to give this gift because of the gathering?
146Kyōṅki majbūrī sē karnē vālē kā sadā nahī̃ hōgā kabhīv bhī hōgā .
168Those who do it out of compulsion are not able to do it permanently; it will only be sometimes.
147Dil sē karnē vālā karnā hī hai bannā hī hai .
169Those who do it from their hearts will say: I have to do this.
148Saugāt dē dī dēnī hī hai .
170I have to become this.
149Aisā khuśhī-khuśhī sē saṅkalp karē̃gē tō āp sarvśhaktivān bāp K|kē bachchē master sarvśhaktivān kē liē kyā baṛī bāt hai !
171Have you given the gift or do you still have to give it? 172If you have this thought happily, then it is not a big deal for you master almighty authority children of the Almighty Authority Father.
150Seat par rahnā master sarvśhaktivān key|kī seat par sadā set rahnā .
173Remain on your seat. 174Always remain set on the seat of a master almighty authority.
151Bhūlnā nahī̃ .
175Do not forget it.
152Svamān hai nā yah .
176This is self-respect, is it not?
153Svamān apnā chhōṛā nahī̃ jātā hai .
177You cannot leave your self-respect.
154Svamān kē pīchhē tō laṛtē haĩ .
178Because of self-respect, people fight one another.
155Tō isīliē āj bāp kō pyār āyā ki chhōṭī see|sī|C bātō̃ mē̃ apnā svamān paramātmā dvārā milā huā svamān lōgō̃ dvārā milā huā svamān usmē̃ bhī kitnā naśhā rahtā hai yah paramātmā dvārā svamān milā hai master sarvśhaktivān .
179This is why BapDada has love for you: Do not lose your self-respect over trivial matters. 180This self-respect is given to you by God. 181People have so much intoxication because of the respect they are given by people, whereas you here have received self-respect from God: You are master almighty authorities.
156Jō chāhē vah kar saktē haĩ .
182You can do whatever you want.
157Hai nā himmat ?
183You have this courage, do you not?
158Kāndh hilāō .
184Nod in agreement!
159Hāth nahī̃ hilāō kāndh hilāō .
185Do not wave your hands, but nod in agreement!
160Himmat hai ?
186Do you have this courage?
161Teachers .
187Teachers?
162Āpkō karānā paṛēgā dhyān dēnā paṛēgā .
188You will have to make them do it. 189You will have to pay attention.
163Āp karēgī aur attention dilākē karāyēṅgī .
190You will do it and also pay attention and make others do it.
164Nimitt hō nā .
191You are instruments.
165Phir dēkhē̃gē kaun sā class kiskā class number lētā hai ? 166Phir achchhā inām dēgē .
192We will then see which class and whose class claims a number, and will then give them a good prize.
167Kaun sā inām dēgē vah nahī̃ batātē haĩ .
193Baba is not going to tell you what prize He is going to give.
168Baṛhiyā inām dēgē .
194Baba will give a beautiful gift.
169Class kā class kōśhiśh karnā .
195The whole class should try to do this.
170Aisē nahī̃ ēk nē kiyā nahī̃ .
196It should not be just one who does it.
171Majority karē̃ .
197The majority should do it.
172Tō āj bāpdādā kō ēk-ēk bachchē kē prati pyār ā rahā hai ki number one mē̃ āvē . 173Two|to|too mē̃ bhī nahī̃ .
198Today, BapDada was feeling a lot of love for each of you children, that you should claim number one, not even two.
174Pahlī rāj gaddī par nahī̃ baiṭhē̃gē takht par tō dō baiṭhē̃gē . 175Lēkin pahlī rājdhānī pahlē rāj gharānē K|kē sambandh mē̃ āvē .
199You will not sit on the first throne as only two will sit on the throne, but you will come in the first kingdom, in the first royal family.
176Dō number tō hō gayē lēkin rājya karnā hai rājya adhikārī bannā hai tō pahlē rājya mē̃ āvē .
200Two numbers have been fixed, but you have to rule and claim a right to the kingdom and so you come in the first kingdom.
177Tō bāpdādā kā yahī bachchō̃ sē pyār hai ki ēk-ēk bachchā kōī na kōī viśhēṣhtā mē̃ number one āvē . 178Number-vār nahī̃ number one .
201BapDada has love for you children. 202He feels that each child should claim number one in one speciality or another: not numberwise, but number one.
179Hai umaṅg ?
203Do you have this enthusiasm?
180Number one mē̃ ānā hai ki jō milē sō achchhā ?
204Do you want to claim number one or are you satisfied with whatever you receive?
181Achchhā achchhā nahī̃ karnā .
205Do not say, "It is fine, it is fine."
182Bāp key|kī āśhā hai ēk-ēk bachchā kōī na kōī kamāl mē̃ number one āvē .
206The Father's hope is that each child should claim number one in showing one wonder or another.
183Chār subject haĩ kōī na kōī subject mē̃ number one bannā hī hai .
207There are four subjects, and you definitely have to be number one in any of the four subjects.
184Bannā hī hai yah underline karō .
208Underline: I definitely have to become this.
185Chalō jyādā mēhnat nahī̃ dētē kōī na kōī subject mē̃ number one .
209Baba is not giving you a lot of hard work. 210Claim number one in one subject or another.
186Yah tō sahaj hai nā .
211This is easy, is it not?
187Bākī āj K|kē din ēk-ēk bachchā jō bhī milan manā rahē thē amr̥itvēlē . 188Baṛā khuśhnumā khuśhī mē̃ hãstā huā khuśhnumā dikhāī dē rahā thā .
212Today, all the children who were celebrating a meeting at amrit vela, appeared to be very happy. 213They were smiling with happiness.
189Aur bāp nē bhī her|har bachchē kō sadā uṛtī kalā kā vardān diyā . 190Chaltī kalā nahī̃ uṛtī kalā .
214The Father gave each child the blessing of being constantly in the flying stage: not the walking stage, but the flying stage.
191Tō bāpdādā kā āj yah vardān yād rakhnā .
215So, remember this blessing of today from BapDada.
192Bāpdādā nē āpkē aur apnē jayantī par kyā vardān diyā ?
216What blessing did BapDada give you on your and His birthday?
193Uṛtī kalā bhav .
217May you be in the flying stage!
194Āpnē bhī sārā din utsav śhivrātri utsav dil mē̃ manāyā hai nā .
218Today, throughout the day you celebrated the festival of Shiv Ratri in your hearts, did you not?
195Tō sabhī achchhē haĩ achchhē rahē̃gē achchhē tē achchhā rājya pad prāpt karē̃gē .
219All of you are good. 220You will remain good. 221You will claim the best of all royal status.
196Sabhī achchhē haĩ nā !
222All of you are fine, are you not?
197Bāp tō achchhā hī dēkhtā hai .
223The Father always sees everything as good.
198Achchhā .
224Achcha.
199Chārō̃ ōr K|kē chāhē sammukh baiṭhē haĩ chāhē apnē-apnē sthān par baiṭh manā rahē haĩ sabhī kō bāpdādā bhī dēkhkar harṣhit hō rahē haĩ aur bachchē bhī bāp kā milan dēkh khuśh hō rahē haĩ .
225All the children everywhere, whether they are sitting personally in front of Baba or sitting and celebrating at their own places, BapDada is pleased on seeing all of you and the children are also happy to see the meeting with the Father.
200Lēkin āj kā saṅkalp rakhnā sadā khuśh . 201Kabhī-kabhī vālā nahī̃ sadā khuśh .
226However, from today you must have the thought: Constantly happy, not those who are happy only sometimes, but constantly happy.
202Kōī bhī dēkhē āpkē chēhrē kō dēkh sōchē yah bahut bhāgyavān ātmā dikhāī dētī hai .
227Anyone who looks at you and sees your face should think that you appear to be a very fortunate soul.
203Āpkā bhāgya chalan aur chēhrē sē dikhāī dē .
228Your fortune should be visible from your activity and face.
204Aisē nahī̃ sirph man mē̃ bahut hai nahī̃ .
229Do not think that you have a lot of it in your mind, no!
205Āpkā bhāgyavān chēhrā khuśhnumā chēhrā aurō̃ kō parichay karāyēgā .
230Your happy and fortunate face will give others an introduction.
206Chēhrā bōlēgā kuchh hai .
231Your face will tell them that you have something.
207Āpkā chēhrā service karē . 208Bāp tak lāvē .
232Your face should do service and bring them to the Father.
209Khuśhnumā rahnā yah bhī sēvā kā sādhan hai .
233Remain happy! 234This too is a means of service.
210Tō chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō āpkē bhī birth day key|kī padamguṇā mubārak hō mubārak hō mubārak hō .
235To all the children from everywhere, multimillion-fold congratulations, congratulations, congratulations on your birthday.
211Achchhā .
236Achcha.
212Sēvā kā turn Indore zone kā hai : achchhā .
237It is the turn of Indore Zone to do service: Achcha.
213Yah sab Indore K|kē haĩ .
238All of you are from Indore.
214Indore vālē hilā rahē haĩ !
239Those from Indore are waving their flags.
215 ( 5 svarūpō̃ key|kī niśhānī hāth mē̃ hai ) yah achchhā banāyā hai .
240(They were waving flags with all five forms.) 241What you have made is good.
216Har ēk kō alag dēkhnē sē mālūm hōtā hai ki apnē turn par yagya sē pyār hai kyōṅki bāp nē bhī pahlē ātē hī yagya rachā .
242By seeing each group separately when it is your turn we can tell how much love you have for the yagya, because the Father first created the yagya as soon as He came.
217Yagya kā sadā āgē baṛhnā bharpūr rakhnā yahī yagya K|kē pyārē bachchō̃ kā kām hai .
243It is also the duty of the lovely children to make the yagya constantly move forward and to keep it full.
218Jaisē centre kā chārō̃ ōr sē dhyān rakhtē haĩ aisē hī yagya kā dhyān rakhnā har ēk bachchē kā kartavya hai .
244Just as you pay attention to your centre in every way, in the same way, to look after the yagya is the duty of every child.
219Bāpdādā nē abhī tak dēkhā ki is turn lēnē mē̃ sabhī pās|pass huē haĩ .
245BapDada has seen that everyone has passed up to now in taking these turns.
220Kōī key|kī bhī kamī nahī̃ rahī hai .
246There hasn't been anything lacking from anyone.
221Tō jaisē turn K|kē time yagya kā dhyān rakhā anubhav kiyā abhī apnē centre par rahtē bhī har ēk yagya rakṣhak hai yagya nivāsī rahnē vālē sirph nahī̃ har ēk brāhmaṇ bachchā yagya pyārā hai yagya rakṣhak hai .
247Similarly, you pay attention to the yagya when it is your zone's turn and also experience everything. 248Even while living at your centres, each one of you is a protector of the yagya. 249It is not just those who are living in the yagya who are this, but every Brahmin child has love for the yagya and is a protector of the yagya.
222Aisē apnē kō jimmēvār samajhkar sadā chalnā .
250Constantly move along while considering yourself to be responsible in this way.
223Yah turn pūrā huā lēkin vahā̃ rahtē bhī dhyān hō pūchhtē rahō .
251This turn has finished, but, while living there (at the centres), pay attention to here too and always ask about it.
224Jaisē abhī turn mē̃ kharīdadārī karkē bhī ātē hō nā .
252For this turn, you have come having brought everything with you.
225Aisē sadā yagya kā brāhmaṇ mānā hī yagya rakṣhak .
253In the same way, always consider the yagya. 254A Brahmin means a protector of the yagya.
226Tō itnā har ēk brāhmaṇ kō dhyān rakhnā hai .
255Each Brahmin has to pay this much attention.
227Pahlē yagya phir centre .
256First comes the yagya and then the centre.
228Attention dētē tō haĩ bāpdādā jāntē haĩ kaun-kaun kis prakār sē attention dē rahē haĩ aur baṛh rahē haĩ .
257You do pay attention. 258BapDada knows who is paying attention and in what way they are paying attention and making it move forward.
229Bāpdādā sirph iśhārā dē rahā hai bākī kar bhī rahē hō āgē kartē bhī rahē̃gē .
259BapDada is simply giving a signal, but you are doing it and will continue to do it.
230Āpkā yah yagya sthān sabhī ātmāō̃ kō yagya prasād dēnē vālā hai .
260This place of your yagya will give all souls the prasad (holy offering) from the yagya.
231Tō āp sabhī kaun hō ?
261So, who are all of you?
232Yagya rakṣhak ki centre rakṣhak ?
262Protectors of the yagya or protectors of the centre?
233Yagya rakṣhak .
263Protectors of the yagya.
234Bāpdādā K|kē sāthī hō .
264You are BapDada's companions.
235Bāpdādā yagya rakṣhak hai nā .
265BapDada is the Protector of the Yagya, is He not?
236Āpkā title kyā hai ?
266What is your title?
237Yagya rakṣhak hō nā .
267You are protectors of the yagya, are you not?
238Achchhā kar rahē hō aur bhī achchhā kartē rahē̃gē .
268You are doing well and will continue to do even better.
239Tan man dhan sēvā chār chījē̃ haĩ .
269There are four things: body, mind, wealth and service.
240Tō yagya rakṣhak arthāt jaisē chār subject haĩ gyān yōg dhārṇā sēvā . 241Aisē yah bhī chār subject haĩ .
270A protector of the yagya means that just as there are the four subjects of gyan, yoga, dharna and service, so here too, there are the four subjects.
242Bākī bābā kē pās result ātī rahtī hai .
271Baba continues to receive the results.
243Bāpdādā sab result dēkhtē haĩ interest sē dēkhtē haĩ .
272BapDada sees all the results. 273He looks at them with interest.
244Her|har bachchā kyā kyā karat bhayē … .
274What is each child doing?
245Achchhā hai .
275It is good.
246Bāpdādā kē pās report nahī̃ hai lēkin āgē kē liē bhī iśhārā dē rahē haĩ .
276BapDada does not have a report, but He is giving a signal for the future.
247Achchhā .
277Achcha.
248Yah kyā kamāl dikhā rahē haĩ ?
278What wonders are you showing?
249Kōī na kōī kamāl tō kartē haĩ nā !
279You must be performing one wonder or another.
250Bāpdādā nē sunā hai ki service mē̃ bhinn-bhinn programme bhinn-bhinn vidhiyā̃ nikāltē haĩ aur uskō practical mē̃ lā rahē haĩ .
280BapDada has heard that you have many different programmes and different methods of service and are also putting them into a practical form.
251Yah result tō sunī .
281Baba heard this result.
252Pās|pass hō nā ismē̃ pās|pass hō ?
282You have passed in this, have you not?
253Hāth uṭhāō .
283Raise your hands if you have passed.
254Nayā-nayā plan banātē haĩ aur uskō practical mē̃ lātē haĩ .
284You make new plans and put them into a practical form.
255Achchhā hai .
285It is good.
256Aisē practice karkē apnē mē̃ phir sabhī kō us tarīkē kā anubhav karānē kē liē kōī sādhan banāō .
286Practise this on yourself and then invent a way to give that type of experience.
257Achchhā .
287Achcha.
258Bāpdādā mubārak dē rahē haĩ .
288BapDada is congratulating you: Congratulations!
259Mubārak hō mubārak hō .
289Congratulations! 290Congratulations!
260Double vidēśhī bhāī bahinē̃ 60 dēśhō̃ sē 1100 āyē haĩ : vidēśhī bachchō̃ kō bhāratvāsī dēkh K|kē bahut khuśh hōtē haĩ kyōṅki bāp kā title hai viśhva kalyāṇkārī .
2911100 double foreign children have come from 60 countries: The people of Bharat are very happy to see the children from abroad because the Father's title is the World Benefactor.
261Sirph bhārat kalyāṇkārī nahī̃ tō jab dēkhtē haĩ nā tō vidēśhī bhī abhī Indian saṅskār vālē hō gayē haĩ kyōṅki satyug mē̃ rājya karnē vālē hō nā .
292Baba is not just the Benefactor of Bharat. 293Baba sees that those from abroad have also become those with Indian sanskars because you are going to rule in the golden age.
262Adhikārī bannē vālē hō .
294You are those who are going to claim a right.
263Tō jō bāp kā paramātma culture hai vah āpkā ban gayā hai .
295The Father's Godly culture has become your culture.
264Iskē liē khuśh hōtē haĩ ki hamārē hī bhāī kahā̃ sē kahā̃ chalē gayē bhārat sē sēvā kē liē chalē gayē .
296They are pleased: Our brothers have gone so far away from Bharat for service.
265Lēkin haĩ bhāratvāsī bīj .
297However, the seed is that of being residents of Bharat.
266Bīj āpkā foreign kā nahī̃ hai .
298Your seed is not that of being someone from abroad.
267Pahlā aslī bīj bhārat kā hai .
299The first original seed is Bharat.
268Isīliē kahā̃-kahā̃ sē nikalkē bhārat kā ēk culture hō gayā hai .
300Therefore, though you have come from so many different places, you all belong to the one culture of Bharat.
269Indian culture nahī̃ paramātma culture . 270Aur sab khuśhī-khuśhī sē .
301It is not Indian culture, it is God's culture, and you all do it happily.
271Bāpdādā nē dēkhā yahā̃ India mē̃ ākē India kā khānā banānā bhī sīkh jātē haĩ .
302BapDada has seen that, having come to India, you have also learnt how to prepare Indian food.
272Sāmān lēkē jātē haĩ .
303You take back things from here.
273Tō bīj āpkā vahī hai sirph sēvā kē prati itnī bhāṣhāyē̃ kaun sīkhēgā !
304The seed is the same, but who would learn so many languages for service?
274Ēk bārī mē̃ kitnē dēśhō̃ sē ātē haĩ abhī itnī bhāṣhāyē̃ kaun sīkhēgā ?
305In one turn, you come from so many countries. 306Who is going to learn so many languages?
275Isīliē āpkō bhējā hai sēvā kē liē .
307This is why you were sent for service.
276Aslī bhārat K|kē haĩ aur bhārat K|kē culture K|kē ban gayē haĩ kyōṅki bhārat mē̃ yahā̃ paramātma culture chal rahā hai .
308You are originally from Bharat and have now become those who have the culture of Bharat because here, in Bharat, it is God's culture that is followed.
277Indian culture nahī̃ paramātma culture .
309It is not Indian culture, but God's culture.
278Lēkin bahut khuśhī sē sīkhtē bhī hō aur chalātē bhī hō .
310You learn it with a lot of happiness and also follow it.
279Parivartan karnē mē̃ apnē kō achchhā nimitt banāyā hai .
311You have made yourselves very good instruments to bring about transformation.
280Tō iskī mubārak .
312Congratulations for that.
281Hamārē thē hamārē ban gayē .
313You belonged to us and now you belong to us.
282Yād hai nā !
314You remember this, do you not?
283Bhān ātā hai nā !
315Do you feel it?
284Ham Indian nahī̃ lēkin paramātma culture K|kē thē aur abhī last mē̃ ākē banē haĩ .
316We are not Indians but we belonged to God's culture and, now, at the end, we have become this.
285Cār-pāñc janm sēvā kē liē vahā̃ liyē haĩ .
317You have perhaps taken four or five births there for service.
286Jō yahā̃ ātē haĩ vah bābā K|kē thē bābā K|kē ban gayē .
318Those who come here belonged to Baba and have now become Baba's.
287Yagya K|kē thē yagya K|kē ban gayē .
319They belonged to the yagya and have now come to the yagya.
288Kōī-kōī pūchhtē haĩ ham thē ki nahī̃ thē .
320Some children ask: Were we in the yagya or not?
289Bāp kahtē haĩ sabhī thē .
321The Father says: All of you were there.
290Achchhē-achchhē serviceable bachchē nikalē haĩ .
322Many good serviceable children have emerged.
291Bāpdādā kō saṅgaṭhan madhuban mē̃ karnā yah bahut achchhī rīti lagtī hai .
323BapDada very much likes the system of having a meeting in Madhuban.
292Parivār tō dēkhō kitnā hai .
324Look how large the family is!
293Baṛē parivār sukhī parivār .
325A large family is a happy family.
294Vaisē agar parivār baṛā hōtā hai tō duḥkh hōtā hai lēkin sukhī parivār baṛā parivār achchhā lagtā hai .
326Generally, if a family is large, there is unhappiness, but it feels good to have a large family that is a happy family.
295Achchhā lagtā hai nā parivār .
327You like the family, do you not?
296Parivār dēkhkē khuśhī hōtī hai ?
328Do you feel happy on seeing the family?
297Thē hī yahā̃ K|kē nā .
329You belonged here, did you not?
298Achchhā .
330Achcha.
299Āj svahēj bhī tō manāyēṅgē nā kyōṅki avataraṇ kā din hai nā .
331Today, there will also be celebrations because it is the day of the incarnation.
300Dādiyō̃ sē : ( dādī jānkī 4 din kē liē gujarāt tour par jā rahī haĩ ) himmat hai nā .
332Speaking to the Dadis: (Dadi Janki is going on a four-day tour of Gujarat.) 333You have courage.
301Saṅkalp kiyā huā paṛā hai .
334You have already had the thought.
302 ( bābā aṅgulī par nachā rahā hai ) isīliē chal rahī hō .
335(Baba is making me dance on His fingers.) 336This is why you are going.
303Achchhā .
337Achcha.
304Mōhinī bahan sē : iskō tō chalnā hī hai .
338Mohiniben: This one has to continue.
305Sāth nibhānā hī hai .
339You have to fulfil the responsibility of love.
306Bēphikar .
340Carefree!
307Sōchō nahī̃ .
341Do not think.
308Achchhā hai achchhā hōnā hai .
342It is good. 343Everything has to be good.
309Sab achchhā hō jāyēgā .
344Everything will be fine.
310Bas .
345That is all.
311Īśhū dādī sē : yah bhī sāthī hai .
346Ishu Dadi: This one is also a companion.
312 ( bāpdādā nē aṅgulī sē sabkē mastak par tilak diyā ) badhāī kā tilak sabhī kō milā . 313 ( T . V|we . par dēkh rahē haĩ ) vah bhī khuśh hō rahē haĩ .
347(BapDada put a tilak with His finger on the forehead of each one.) 348Everyone received the tilak of congratulations. (looking at the TV). 349They are so happy!
314 ( uncle aunty nē bahut-bahut mubārak dī hai ) āp bāp key|kī taraph sē tilak dēnā .
350(Uncle and Aunty have sent many greetings.) 351Give them the tilak on behalf of BapDada.
315Bāp dē rahā hai vah tilak anubhav karē .
352They will experience the Father giving them the tilak.
316 ( prītam bahan K|kē bhōg nimitt Kuldīp bahan aur parivār āyā hai ) usnē bhī achchhā part bajāyā aur sabkī dil sē sēvā key|kī .
353(Kuldeepben and family have come to offer bhog for Pritamben.) 354She also played a good part and she served everyone from her heart.
317Parivār lucky parivār hai .
355The family is a lucky family.
318Jō nimitt bāp thā vah bachpan sē parivār kar bahut hitkārī thā .
356Her father who was an instrument was a well-wisher from childhood.
319Ēk cycle par 4 janē biṭhākē murlī sunnē ātē thē .
357On one bicycle, he would seat four people and come to listen to the murli.
320Itnā laukik parivār kō pyār kōī nahī̃ kartā bahut achchhā uskā vardān bhī parivār kō hai .
358No one else has that much love for the lokik family. 359Their family has a very good blessing because of him.
321Kuñj dādī nē yād dī hai ahamadābād hospital mē̃ haĩ : uskō phark nahī̃ paṛtā hai bār-bār hōtā hai tō uskā kāraṇ kyā ?
360Kunj Dadi has sent her remembrance. 361She is in Ahmedabad Hospital. 362She is not getting any better. 363It is happening again and again. 364What is the reason for that?
322Baṛī umr tō kaīyō̃ kī hai .
365Many people are old.
323Uskā ilāj hō rahā hai ?
366Is she being treated?
324Kyōṅki service vālī hai nā .
367She is one who can do service.
325Bākī thōṛā pūchh karkē iskō thōṛā chust kar dō abhī bahut time bed par rahī hai .
368Find something for her to do and make her a little active. 369She has been in the bed for a long time.
326Achchhā .
370Achcha.
327Sabhī bāpdādā K|kē sikīladhē serviceable viśhva mē̃ chamaktē huē sitārē āj āpkō bhī birth day key|kī mubārak dē rahē haĩ .
371All BapDada's long-lost and now-found serviceable stars sparkling in the world, birthday greetings to you too.
328Bāp kē sāth haĩ sāth rahē̃gē sāth chalē̃gē sāth rājya karē̃gē .
372You are with the Father, you will remain with Him, return with him and rule with him.
329Brahmā bāp kā bahut pyār hai .
373Father Brahma has a lot of love.
330Akēlā nahī̃ karēgā .
374He will not do anything alone.
331Tō sabhī kō personal ēk ēk kō mubārak hō .
375Personal greetings to each one of you.
332Achchhā .
376Achcha.
333Bāpdādā nē apnē hastō̃ sē jhaṇḍā phahrāyā aur sabkō śhiv jayantī key|kī mubārak dī|the 334Āp sabkē tō dil mē̃ bāpdādā samāyā huā hai .
377BapDada personally hoisted the flag and gave everyone greetings for the 75th Shiv Jayanti: BapDada is merged in the hearts of all of you.
335Lēkin aurō̃ kō patā dēnē kē liē āpkā bāp ā gayā jō varsā lēnā hō mukti kā yā jīvanmukti kā ākē lē lō yah khabar dēnē kē liē yah jhaṇḍā laharāyā jātā hai .
378However, this flag is being hoisted to let others know and give them the news: Your Father has come. 379Whatever inheritance of liberation or liberation-in-life you want to claim, come and take that.
336Yah jhaṇḍā laharānā bhī viśhva key|kī sēvā hai .
380To hoist this flag is world service.
337Ākarṣhaṇ tō hō sab gīt gāvē̃ .
381Let there be this attraction. 382Everyone should sing.
338Āp sirph nahī̃ gāō .
383You should not be singing alone.
339Sab yah gīt gāyē̃ hamārā bābā ā gayā .
384Everyone should sing the song: Our Baba has come.
340Abhī sēvā jaldī jaldī karō .
385Now do service quickly.
341Samay cum|kam hai sēvā abhī rahī huī hai .
386There is very little time and there is service still left to be done.
342Āpkē paṛōsī kō bhī patā nahī̃ bhāgya nahī̃ banāyā tō aḍōsī-paṛōsī sabkō yah sandēśh dē dō āpkā bāp ā gayā .
387Even your neighbours don't know yet. 388You haven't created their fortune and so give all your neighbours this message: Your Father has come.
343Abhī jahā̃ rahtē hō nā vahā̃ dēkhnā hamārē ās pās|pass kitnē haĩ jinkō bāp kā patā nahī̃ kisī bhī tarīkē sē nahī̃ ātē hāth mē̃ parchā nahī̃ lētē tō post box mē̃ ḍāl dō sandēśh dē dō ulhanā nahī̃ rahē hamkō patā kyō̃ nahī̃ diyā .
389Wherever you are staying, just see how many there are around you who do not know about the Father. 390No matter how, even if they are not coming or accepting a leaflet in their hands, then put it through their post box. 391Give them the message. 392They should not complain: Why did you not tell us?
344Kaisē bhī kisī dvārā bhī yah sandēśh jarūr pahuñchāō .
393No matter how, through anyone, definitely make them receive this message.
345Sēvā sabhī kī rahī huī hai .
394Everyone still has to do service.
346Āpkē mōhallē mē̃ sabkō sandēśh milā .
395Has everyone in your area received the message?
347Nahī̃ milā hai tō kar lō .
396If they haven't, then do so.
348Achānak sab hō jāyēgā phir yād āyēgā hamnē nahī̃ kiyā hamnē nahī̃ kiyā .
397Everything will happen suddenly and you will then remember: I didn't do this, I didn't do this.
349Kar lō .
398Do it!
350Samjhā .
399Do you understand?
351Jarūr karnā .
400You definitely have to do it.
352Achchhā .
401Achcha.
402* O M S H A N T I *