गुरुवार 31 मार्च 2011 की अव्यक्त मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

031-03-11 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0 31-03-2011 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

1 «  dr̥iṛh saṅkalp dvārā tension free kā example ban sabkē ādhārmūrt banō mansā śhakti dvārā duḥkhī ātmāō̃ kō khuśhī kā vardān dō  »

1With your determined thought become an example of being tension-free and become an image of support for everyone. 2With the power of your mind give souls who are experiencing sorrow the blessing of happiness.

2Āj great great grand father apnē kōṭō̃ mē̃ kōī kōī mē̃ bhī kōī bachchō̃ K|kē bhāgya key|kī rēkhāyē̃ dēkh rahē haĩ .

3Today, the Great-great-grandfather is seeing the lines of fortune of His children who are the few out of multimillions and the handful of that few.

3Har ēk K|kē mastak sē chamaktī huī divya chamaktē huē sitārē key|kī chamak dēkh rahē haĩ .

4He is seeing the sparkle of the divine, sparkling star on each one's forehead.

4Nayanō̃ sē snēh key|kī rēkhā dēkh rahē haĩ .

5He is seeing the line of love from their eyes.

5Mukh sē gyān key|kī rēkhā dēkh rahē haĩ .

6He is seeing the line of knowledge through their mouths.

6Dil mē̃ dilārām K|kē lavlīn key|kī rēkhā dēkh rahē haĩ .

7He is seeing the line in the heart of being lost in love for the heart of the Comforter of Hearts.

7Hāthō̃ mē̃ gyān K|kē khazānō̃ key|kī rēkhā dēkh rahē haĩ .

8He is seeing the line of the treasures of knowledge in their hands.

8Pāṅw mē̃ her|har kadam mē̃ padam key|kī rēkhā dēkh rahē haĩ .

9He is seeing on their feet the line of multimillions at every step.

9Har ēk bachchā in rēkhāō̃ mē̃ number-vār sampann hai .

10Each child is full numberwise in each of these lines.

10Aisā bhāgya āpkē binā aur kiskā bhī nahī̃ hai .

11No one apart from you can have this fortune.

11Āpkā itnā śhrēṣhṭh bhāgya her|har bachchē sē chamaktā huā dikhāī dē rahā hai . 12Aur yah bhāgya avināśhī ban jātā hai kyō̃  ?

12Such elevated fortune of each one is visibly sparkling, and this fortune becomes imperishable. 13Why?

13Kyōṅki dēnē vālā avināśhī bāp hai .

14Because it is the imperishable Father who gives it to you.

14Is saṅgamyug par hī aisā śhrēṣhṭh bhāgya prāpt hōtā hai jō bhaviṣhya mē̃ bhī chaltā rahtā hai .

15Only at this confluence age do you attain this elevated fortune which continues in the future too.

15Yah saṅgamyug sarv prāptiyō̃ kā yug hai jō jitnā apnā bhāgya jamā kartā hai utnā anēk janm bhāgya kā phal hōtā rahtā hai .

16This confluence age is the age of all attainment. 17To the extent that each one of you accumulates your fortune, so you continue to receive the fruit of fortune for many births.

16Is saṅgamyug kī mahimā āp bachchē hī jāntē haĩ .

18Only you children know the praise of this confluence age.

17Saṅgamyug key|kī prāptiyā̃ sārē kalp mē̃ śhrēṣhṭh sē śhrēṣhṭh haĩ .

19The attainments of the confluence age are the most elevated of the whole cycle.

18Bāpdādā dēkh rahē haĩ har ēk bachchā is saṅgamyug key|kī prāptiyō̃ sē kitnā sampann hai .

20BapDada is seeing how full each child is with the attainments of the confluence age.

19Āp sabhī bhī sarv prāptiyō̃ K|kē anubhav mē̃ sadā rahtē hō yā kabhī kabhī  ?

21Do all of you constantly experience all the attainments of the confluence age or only sometimes?

20Avināśhī bāp hai tō prāptiyā̃ bhī avināśhī haĩ bāpdādā her|har bachchē kō kis rūp mē̃ dēkhnē chāhtē haĩ jāntē hō nā  !

22The Father is imperishable and so the attainments are also imperishable. 23You know in which form BapDada wishes to see all of you, do you not?

21Bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki her|har bachchā svarājya adhikārī rājā banē̃ . 22Sva kē ūpar arthāt karmēndriyō̃ kē ūpar man-buddhi-sanskār kē ūpar rājā ban rājya karē .

24BapDada wants every child to be a self-sovereign king, to be a king and rule over the self, that is, over your physical senses and your mind, intellect and sanskars.

23Bhaviṣhya mē̃ tō rājya adhikārī banē̃gē lēkin abhī svarājya adhikārī rājā banē̃ .

25Of course, you will have a right to the kingdom in the future, but you should now become a king who has a right to self-sovereignty.

24Kōī bhī karmēndriyā̃ apnē control mē̃ hō̃ kyōṅki bāp dvārā sarv śhaktiyō̃ kā khazānā prāpt huā hai .

26All your physical senses should be under your control because you have received the treasure of all powers from the Father.

25Tō bāpdādā har ēk bachchē kō svarājya adhikārī rājā rūp mē̃ dēkhnē chāhtē haĩ .

27BapDada wishes to see every child in the form of a king who has a right to self-sovereignty.

26Tō āp sabhī svarājya adhikārī banē hō  ?

28Have all of you become self-sovereigns, masters of the self?

27Man buddhi kē ūpar ruling power controlling power ā gaī hai  ?

29Have you developed ruling power and controlling power over your mind and intellect?

28Adhīnatā tō nahī̃ hai  ?

30There isn't any dependence, is there?

29Adhikārī haĩ .

31You have a right.

30Jab bāpdādā kō sāth mē̃ rakhtē haĩ akēlē nahī̃ bantē haĩ bāp kō sadā sāthī banākē rakhtē haĩ tō yah man buddhi saṅskār kisī key|kī bhī tākat nahī̃ jō control mē̃ nahī̃ rahē .

32When you keep BapDada with you and you do not become alone, when you constantly keep the Father as your Companion, then neither your mind, nor intellect nor sanskars has the power not to be under your control.

31Isīliē bāpdādā śhaktiyō̃ kō sadā kahtē haĩ ki apnē kaun sē svarūp kō yād rakhō jō kabhī bhī bāp kā sāth bhūl nahī̃ jāē  ?

33This is why BapDada always says to the Shaktis: Which form of yours should you always remember so that you never forget the Father's company?

32Vah hai ham śhivśhakti haĩ .

34That form is: I am a Shiv Shakti.

33Śhiv aur śhakti sāth hai .

35Shiv and Shakti are combined.

34Yah smr̥iti māyājīt prakr̥itijīt svataḥ banā dētī haĩ kyōṅki bāpdādā nē sunā diyā hai ki vartamān samay prakr̥iti apnā kārya kartī rahtī hai kyōṅki prakr̥iti kō bhī manuṣhya ātmāyē̃ taṅg kartē haĩ tō prakr̥iti bhī taṅg kartī hai .

36This awareness automatically makes you a conqueror of Maya and a conqueror of matter because BapDada has already told you that at present the elements of matter are continuing to do their work. 37Because human souls have troubled the elements of nature, they are also troubling human souls.

35Ājkal dēkhtē hō ki prakr̥iti kahā̃ na kahā̃ apnā kārya kartī rahtī hai lēkin āp prakr̥itijīt ban prakr̥iti kō bhī satōpradhān banā rahē hō .

38Nowadays, you are seeing that the elements are carrying out their work somewhere or other but you are becoming conquerors of matter and making the elements satopradhan.

36Lōg tō prakr̥iti key|kī halchal dēkh ḍartē haĩ ki kal kyā hōgā  !

39People are afraid on seeing the upheaval of the elements and are wondering what will happen tomorrow.

37Lēkin āp jāntē hō ki achchhē tē achchhā hōgā kyōṅki abhī yah saṅgamyug sr̥iṣhṭi chakra kā amr̥itvēlā chal rahā hai .

40You know that the best of all will take place because it is now the confluence age, the amrit vela of the world cycle.

38Tō amr̥itvēlē kē bād kyā hōtā hai  ?

41What comes after amrit vela?

39Savērā .

42Morning.

40Andhkār khatm hō rōśhnī ā jātī tō āpkō khuśhī hai ki abhī hamārā rājya sukhmay saṅsār jahā̃ prakr̥iti bhī sukhmaī hai vah rājya āyā ki āyā .

43Darkness finishes and there is light. 44You are now happy that your kingdom of the world of happiness, where matter also gives happiness, has now almost come.

41Khuśhī hai nā  !

45You have this happiness, do you not?

42Jis rājya mē̃ duḥkh aśhānti kā nāmniśhān nahī̃ hōgā kyōṅki abhī saṅgam par āp prakr̥itijīt ban rahē hō .

46In that kingdom, there will be no name or trace of sorrow or peacelessness because you are becoming the conquerors of matter at the confluence age.

43Tō sabhī kō khuśhī hai nā kiskī  ?

47What is the happiness that all of you have?

44Bōlō hamārā rājya ānē vālā hai .

48Say: Our kingdom is about to come.

45Yah khuśhī hai  ?

49Do you have this happiness?

46Jō is khuśhī mē̃ rahtē haĩ vah hāth uṭhāō .

50Those who maintain this happiness, raise your hands!

47Bahut achchhā .

51Very good.

48Āp tō khuśh rahtē hō iskī mubārak hō lēkin aisī khuśhī apnī khuśhī āpkē bhāī bahin jō duḥkhī aśhānt haĩ uskō apnē bāp dvārā lī huī kiraṇō̃ dvārā khuśhī key|kī kiraṇē̃ pahuñchātē hō  ?

52You remain happy and so, congratulations for that! 53However, are you enabling this happiness of yours to reach your brothers and sisters through the rays that you have received from the Father, because they are experiencing sorrow and peacelessness?

49Bāpdādā nē kahā thā ki aisī mansā sēvā karnē kā time har ēk kō apnē dincharyā mē̃ fix karnā hai .

54BapDada had said: Each of you has to fix some time in your daily timetable to do such service through the mind.

50Jaisē aur kārya kē liē time fix kiyā huā hai aisē apnī khuśhī key|kī khurāk dvārā duḥkhī ātmāō̃ kō mansā śhakti dvārā thōḍā bahut vardān dēkarkē unhō̃ kō bhī khuśh karō tō jinhōnnē apnā time mansā sēvā kē liē fix kiyā hai vah hāth uṭhāō .

55Just as you have fixed a time for other things, in the same way, through the nourishment of your happiness and with the power of your mind, give them some blessings and make them happy. 56Those who have fixed their time for doing service through the mind, raise your hands!

51Achchhā jinhōnnē bhī nahī̃ kiyā hai . 52Haĩ thōḍē lēkin iskā time fix karnā hai kyōṅki apnē hī bhāī bahan haĩ nā .

57Achcha. 58Those who haven't done this are few; so now fix a time for that because they are your brothers and sisters, are they not?

53Tō taras paṛtā hai nā  !

59Do you not feel mercy?

54Ki taras nahī̃ paṛtā hai  ?

60Or, is it that you don't feel mercy for them?

55Paṛtā hai nā  !

61You do, do you not?

56Aur bāpdādā sabhī kō dēkhnē chāhtē haĩ ki saṅgam key|kī jō viśhēṣh dō bātē̃ haĩ jō amūlya haĩ ēk saṅkalp śhakti aur dūsrā saṅgam kā samay kyōṅki saṅgam K|kē samay mē̃ ēk janm mē̃ anēk janm key|kī prālabdh banānī hai .

62BapDada wants to see the two special things of the confluence age that are invaluable: One is the power of thoughts and the second is the time of the confluence age because in the one birth of the confluence age you have to create a reward for many births.

57Tō ājkal bāpdādā nē dēkhā hai ki bahutō̃ K|kē aśhuddh saṅkalp cum|kam chaltē haĩ lēkin vyarth saṅkalp ātē jātē haĩ .

63Nowadays, BapDada sees that many have fewer impure thoughts but that waste thoughts do continue to come.

58Tō is ēk janm K|kē mūlya K|kē anusār vyarth saṅkalp abhī finish hōnē chāhiē kyōṅki saṅgamyug K|kē mahatva K|kē hisāb sē ēk second kaī kīmatī samay kā adhikār dilātā hai isliē har ēk kō in dōnō̃ bātō̃ kā samay aur saṅkalp dōnō̃ K|kē mūlya kō jān samay kō aur saṅkalp kō saphal karō .

64According to the value of this one birth, waste thoughts should now be finished because, according to the importance of the confluence age, one second gives you a right to so much invaluable time. 65This is why, each one of you has to know the value of these two things - time and thoughts - and use time and thoughts in a worthwhile way.

59Jaisē sthūl khazānē kō saphal kartē hō jāntē hō ki ēk janm mē̃ saphal karnē sē anēk janm unkī prāpti jamā hōtī hai . 60Aisē in dōnō̃ bātō̃ kō attention dē saphal kar saphaltā mūrt banō .

66Just as you use your physical treasures in a worthwhile way and you know that by using them in a worthwhile way in this one birth you will accumulate that attainment for many births, in the same way, pay attention to both these things; use them in a worthwhile way and become an image of success.

61Bāpdādā her|har bachchē kō āj viśhēṣh ēk vardān dē rahē haĩ har ēk bachchā āj sē apnē kō tension free banā saktē hō  ?

67Today, BapDada is giving each child one special blessing. 68Can each of you children make yourself tension-free from today?

62Dr̥iṛh saṅkalp karō ki āj sē attention no|know tension .

69Have the determined thought that, from today, there will be attention, no tension.

63Bāpdādā bachchō̃ kō jab tension mē̃ dēkhtē haĩ nā tō sōchtē haĩ abhī abhī is bachchē kā phōṭō nikālkē bhējē̃ . 64Tō khud hī samajh jāyēgā ki maĩ kyā ban gayā  !

70When BapDada sees the children with tension, He feels He should immediately take their photograph and send it to them, and they will then understand what they have become.

65Bāpdādā manjīt jagatjīt banānē chāhtē haĩ .

71BapDada wants to make you a conqueror of the mind and a conqueror of the world.

66Tension kismē̃ man mē̃ hī tō ātā hai nā  !

72After all, where does tension come? 73It comes in the mind, does it not?

67Tō āp tō rājā hō nā svarājya adhikārī hō nā  !

74You are kings. 75You are masters of the self, are you not?

68Kyā man āpkā hai yā man mālik hai  ?

76Is the mind yours or is the mind the master?

69Āp kyā kahtē hō  ?

77What do you say?

70Sārā din mērā man kahtē hō nā  !

78Throughout the day, you say "my mind", do you not?

71Mālik tō nahī̃ hai nā  !

79It is not the master, is it?

72Kaun himmat rakhtā hai bāp kā vardān sahaj milēgā lēkin sirph thōḍā attention rakhnā paṛēgā .

80Who has the courage? 81You will easily receive the Father's blessing, but you simply have to pay a little attention.

73Bāp K|kē vardān key|kī madad kā anubhav karkē dēkhnā .

82Experience the help of the Father's blessing and then see.

74Sabhī kā chēhrā jab bhī dēkhō tō kaisā dikhāī dēgā  ?

83Whenever you then look at anyone's face, what will it be like?

75Tension-free kamal puṣhp samān vā khilā huā gulāb puṣhp misal .

84Tension-free, like a lotus or a rose in bloom.

76Bāpdādā nē dēkhā ki jō pahlē kām diyā thā percentage likhnē kā . 77Sabhī sthānō̃ sē kuchh kuchh samāchār āyā hai .

85BapDada saw that He has received news from some places of the work He had given you of writing down your percentage.

78Yahā̃ bhī result nikālī hai .

86You have the result from here too.

79Attention diyā uskī mubārak bāpdādā dē rahē haĩ lēkin abhī bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki samay pramāṇ abhī vāṇī dvārā sunnē kā samay bhī cum|kam milēgā isliē mansā dvārā aur apnē chēhrē aur chalan dvārā service karō .

87BapDada is congratulating you for having paid attention. 88However, according to the time, you will not have so much time to listen and therefore, BapDada now wants you to do service with your mind, your face and your activity.

80Abhī kā abhyās āgē ānē vālē samay mē̃ kārya mē̃ āyēgā .

89The practice you have now will be useful in the times to come.

81Tō āj sē tension free kā saṅkalp kar saktē hō  ?

90Can you have the thought to remain tension-free from today?

82Kar saktē hō  ?

91Can you do it?

83Kar saktē hō  ?

92Can you do it?

84Hāth uṭhāō .

93Raise your hands!

85Tension free .

94Tension-free!

86Achchhā sabhī kā phōṭō nikālō .

95Achcha, take everyone's photo.

87Bahut achchhā .

96Very good.

88Tō jō ātmāyē̃ circumstance K|kē pramāṇ bahut tension mē̃ rahtē haĩ ājkal duniyā mē̃ tension bahut baṛh rahā hai tō āpkā tension free kā anubhav aur tension free key|kī chalan aur chēhrā unhō̃ kē āgē ēk ādhārmūrt banēgā .

97Nowadays tension is increasing a lot in the world. 98When the souls who have tension according to the circumstances see your experience of being tension-free and that your activity and face are tension-free, you will become an image of support for them.

89Agar āj duniyā mē̃ chakra lagāō yā samāchār sunō tō kyā dikhāī dētā hai  ?

99Today, when you tour around in the world or hear the news, what do you see?

90Temporary apnē kō khuśh karnē K|kē sādhan banātē rahtē haĩ .

100They continue to invent ways to make themselves happy temporarily.

91Tō tension vālō̃ kō tension free kā example dikhāō tō unkō bhī sahārā dikhāī dē .

101Show those who have tension an example of being tension-free, and they will be able to see some support.

92Tō saṅkalp kiyā apnē man mē̃ saṅkalp kiyā ki tension free rahē̃gē  ?

102Did you have the thought in your mind that you will remain tension-free?

93Kiyā  ?

103Did you?

94Dr̥iṛh kiyā yā sādhāraṇ kiyā  ?

104Is it a determined thought or ordinary?

95Jahā̃ dr̥iṛhtā hōtī hai vahā̃ saphaltā huī paṛī hai .

105Where there is determination, success is guaranteed.

96Karē̃gē nahī̃ karnā hī hai .

106Not that you will do it at some point, but that you are definitely going to do it.

97Pasand hai  ?

107Do you like this?

98Ismē̃ hāth uṭhāō .

108Raise your hands for this!

99Bāpdādā nē ēk bāt dēkhī hai ki hāth uṭhākē bahut khuśh kar dētē haĩ .

109BapDada saw one thing which is that you please Baba by raising your hands.

100Hāth uṭhākē khuśh tō kiyā lēkin abhī kyā karē̃gē  ?

110You pleased Baba by raising your hands, but what are you going to do now?

101Dr̥iṛh saṅkalp sādhāraṇ saṅkalp usmē̃ rāt din kā phark hai . 102Karē̃gē aur karnā hī hai .

111There is the difference of day and night between a determined thought and an ordinary thought: that you will do it at some point and that you definitely do have to do it.

103Tō is season kā is varṣh key|kī is season kā āj last ḍē|day hai lēkin aglī season mē̃ bāpdādā har ēk chhōṭā baṛā centre kāphī time hai bīch mē̃ aglē varṣh key|kī season mē̃ kāraṇ nahī̃ lēkin nivāraṇ svarūp dēkhnē chāhtē haĩ .

112Today is the last day of this year's season, but next season BapDada wants to see every centre, whether small or large - you have plenty of time till then - next year Baba does not want any reasons or excuses, but He wants to see you as embodiments of solutions.

104Tō kitnā himmat aur umaṅg hai ki brāhmaṇ parivār mē̃ tension kā nāmniśhān nahī̃ hō .

113How much courage and enthusiasm do you have for there not to be any name or trace of tension in the Brahmin family?

105Hō saktā hai  ?

114Is this possible?

106Har ēk apnē sē pūchhē hō saktā hai  ?

115Each one of you can ask yourself; is this possible?

107Yah khuśhkhabarī bāpdādā sunnē chāhtē haĩ .

116BapDada wants to hear this good news.

108Bāpdādā nē dēkhā ki chāhnā sab rakhtē haĩ karē̃gē lēkin jab samasyā ātī hai tō samasyā apnā banā dētī hai .

117BapDada saw that everyone has a desire to do this, but, when problems come, they make you belong to them.

109Phir bahut mīṭhī bātē̃ kartē haĩ yah hō jātā hai nā yah tō hōgā nā  !

118Then you say very sweet things: "This happens, does it not? 119This will of course happen.

110Yah tō chaltā hai nā  !

120This continues all the time, does it not?"

111Bāpdādā kō bahut mīṭhī mīṭhī bātē̃ sunātē haĩ .

121You tell BapDada many very sweet things.

112Sabkā kāraṇ rājā ban jāō bas .

122The solution to everything is simply to become a king, that is all.

113Svarājya adhikārī ban jāō .

123Become a master of the self, a self-sovereign.

114Tō āj bāpdādā sabhī bachchō̃ kō chāhē sāmnē baiṭhē haĩ chāhē dūr baiṭhē dil mē̃ baiṭhē haĩ . 115Āp tō āṅkhō̃ K|kē sāmnē haĩ lēkin bāpdādā jō dūr baiṭhē haĩ unkō dil mē̃ dēkh rahē haĩ .

124Baba is seeing all the children; whether you are sitting in front of BapDada or you are sitting far away but sitting in the heart, you are all in front of His eyes. 125BapDada is seeing in His heart those who are far away.

116Bāpdādā kō patā hai ki āj K|kē din madhuban mē̃ bhī chhōṭī chhōṭī gītā pāṭhśhālāyē̃ lag gaī haĩ .

126BapDada knows that there are small Gita pathshalas set up in Madhuban today.

117Bachchē āyē haĩ bāpdādā bahut bahut bahut nīchē baiṭhnē vālō̃ kō kahā̃ kahā̃ baiṭhnē vālō̃ kō sabsē pahlē dil kā dulār aur yādpyār dē rahē haĩ .

127BapDada is first of all giving lots and lots and lots of love, affection and remembrance from His heart to those who are sitting on the floor and in many different places.

118 ( āj śhāntivan mē̃ 28 hajār sē bhī adhik bhāī bahinē̃ pahuñchē huē haĩ ) bāpdādā nē dēkhā ki bachchō̃ kō thōṛī taklīph tō dēkhnī paṛī hai lēkin yah taklīph khuśhī mē̃ anubhav nahī̃ kartē haĩ .

128(More than 28,000 brothers and sisters have reached Shantivan today. 129Screens were set up in Madhuban, and various places in Shantivan.) 130BapDada saw that some children have had to face a little difficulty, but, because of happiness, you don't feel any difficulty.

119Phir bhī ārām sē sōnē kē liē tīn pair pr̥ithvī tō milī hai nā .

131At least you had three feet of land to sleep comfortably.

120Jō paṭrānī banē haĩ un bachchō̃ kō bāpdādā viśhēṣh yādpyār dē rahē haĩ .

132BapDada is giving special love and remembrance to those who have become "pat-rani" (queens sleeping on the floor).

121Achchhā jō āj pahlē bārī madhuban mē̃ āyē haĩ yā bāpdādā sē milnē āyē haĩ vah uṭhō .

133Achcha. 134Those who have come to Madhuban or to meet BapDada for the first time, stand up!

122Āj pahlē bārī ānē vālē bachchō̃ kō bāpdādā nayē brāhmaṇ parivār mē̃ ānē key|kī apnē taraph sē aur brāhmaṇ parivār key|kī taraph sē bahut-bahut badhāī dē rahē haĩ kyōṅki phir bhī toolate āyē hō lēkin ā tō gayē .

135BapDada is giving many, many congratulations to the children who have come for the first time to the new Brahmin family on behalf of Himself and on behalf of the Brahmin family, because even though you have come too late you have at least come.

123Bāpdādā aur parivār kō dēkh tō liyā .

136You have now seen BapDada and the family.

124Bāpdādā samajhtē haĩ ki āp chāhō tō āj ānē vālō̃ kō viśhēṣh vardān hai ki agar dil sē chāhō tō last sō fast fast sō āgē ā saktē hō .

137BapDada feels that, even if you have come today, you have a special blessing that if you want it in your heart, then, though you have come last, you can go fast; you can go ahead fast.

125Bāpdādā aur parivār kā āp sab ātmāō̃ sē pyār hai .

138BapDada and the family have love for all of you souls.

126Sahyōgī banē̃gē snēh dēgē aur āpkō āgē baṛhāyēṅgē .

139They (the Brahmin family) will be co-operative; they will give you love and enable you to move forward.

127Chance dēgē .

140They will give you a chance.

128Isīliē āj ānē vālō̃ kō āgē baṛhnē kā chance bahut achchhā drama mē̃ mil saktā hai .

141This is why those who have come today have a very good chance in the drama to go ahead.

129Sārā parivār jahā̃ sē bhī āyē hō tō vah parivār āpkā sahyōgī banēgā āp sahaj yōgī bannā .

142Wherever you have come from, the whole family will be co-operative with you and you just have to become easy yogis.

130Achchhā .

143Achcha.

131Sēvā kā turn rājasthān aur bhōpāl zone kā hai  : achchhā bāpdādā dēkh rahē haĩ ki jō zone sēvā par āyē haĩ unkē hī jyādā naī ātmāyē̃ bhī I|āī|eye huī haĩ .

144It is the turn of Rajasthan and Bhopal to serve: BapDada is seeing that the zone that is serving this time has the most new souls in their group.

132Achchhā hai .

145It is good.

133Rājasthān vālē tō ādhā class hai .

146Those from Rajasthan are half the class.

134Rājasthān key|kī dharnī brahmā bāp kō bahut pasand I|āī|eye jō rājasthān mē̃ hī madhuban banāyā hai .

147Father Brahma liked the land of Rajasthan so much that he created Madhuban in Rajasthan.

135Rājasthān key|kī sēvā bāpdādā nē dēkhā ki her|har sthān mē̃ abhī vr̥iddhi achchhī hō rahī hai .

148BapDada saw that very good expansion is now taking place in all the places of Rajasthan.

136Naī naī ātmāō̃ kō bāp kā sandēśh dēnē K|kē programmes bhī achchhē hō rahē haĩ .

149Very good programmes of giving the Father's message to new souls are now taking place.

137Lēkin bāpdādā sabhī kō yahī kahtē haĩ har ēk sēvākēndra yagya snēhī vāris aisā group banāvē jō svayã bhī āgē baṛhtē jāyē̃ aurō̃ kō bhī yagya snēhī banāyē .

150However, BapDada is telling everyone: Each centre has to prepare a group of heir souls who have love for the yagya, those who move forward themselves and who make others have love for the yagya.

138Aglē vārī bhī bāpdādā nē yah kahā yagya snēhī sēvā snēhī aur saphal karnē mē̃ sadā āgē sē āgē baṛhnē vālē vr̥iddhi hō rahī hai achchhā hai sandēśh dēnē kā kārya bhī dēnē mē̃ har ēk umaṅg utsāh mē̃ hai .

151Last time too, BapDada said this: There is expansion of souls who have love for the yagya, who have love for service and who are moving forward in constantly using everything in a worthwhile way. 152It is good. 153Everyone has a lot of zeal and enthusiasm in the task of giving the message.

139Abhī bāpdādā yahī dēkhnē chāhtē haĩ ki sva aur sēvā dōnō̃ kā balance karnē vālē har ēk centre sē jyādā mē̃ jyādā āgē ānē chāhiē .

154BapDada now wants to see the maximum number of those who have a balance of the self and service come forward from each centre.

140Sirph sēvā nahī̃ sva aur sēvā kyōṅki ab sva parivartan kā samay itnā jyādā nahī̃ hai isīliē pahlē sva sāth mē̃ sēvā .

155Not just service, but the self and service because there isn't that much time for self-transformation now. 156This is why it is first the self and service with that.

141Har ēk sēvākēndra nirvighna sab sāthī nirvighna sirph teacher nahī̃ lēkin sārā class nirvighna aur sva parivartan kā attention rakhnē vālē hō .

157Each centre has to become free from obstacles, all companions are to be free from obstacles - not just the teachers, but the whole class has to be free from obstacles - and all should pay attention to self-transformation.

142Tō yah vr̥iddhi karō .

158Now, increase this.

143Ēk ēk key|kī bātō̃ kō sunō aur unkō umaṅg-utsāh K|kē paṅkh lagāō jō bāpdādā kō nirvighna centre kā samāchār dē sakō .

159Listen to each one and give them wings of zeal and enthusiasm so that you are able to give BapDada the news of the centre being free from obstacles.

144Bākī bāpdādā nē dēkhā rājasthān bhī āgē baṛh rahā hai baṛhtā rahēgā .

160BapDada saw that Rajasthan is also moving forward and will continue to do so.

145Bāpdādā har ēk bachchē kō āgē baṛhnē key|kī mubārak dē rahē haĩ .

161BapDada is congratulating each child for moving forward.

146Achchhā .

162Achcha.

147Bhōpāl zone  : achchhā yah bhī zone apnē parivartan aur sēvā key|kī vr̥iddhi mē̃ achchhā āgē baṛh rahā hai .

163Bhopal zone: Achcha, this zone is also moving forward very well in transforming the self and bringing about expansion in service.

148Bāpdādā kō khuśhī hai ki har ēk bachchā sva kē prati bhī plan banā rahē haĩ aur practical mē̃ bhī lā rahē haĩ .

164BapDada is pleased that each child is making plans for the self and is also putting those into practical form.

149Aur bābā key|kī śhubh āśhā hai ki sadā āgē baṛhtē rahē̃gē .

165BapDada's pure hope is that you will constantly continue to move forward.

150Har ēk zone mē̃ dēkhā jātā hai ki abhī umaṅg-utsāh hai isliē sēvā mē̃ apnē apnē sthān mē̃ vr̥iddhi kar rahē haĩ .

166It is seen that there is zeal and enthusiasm in every zone and this is why you are bringing about expansion in service at your own places.

151Bāpdādā āgē kē liē bhī mubārak dē rahē haĩ baṛhtē chalō uṛtē chalō uṛātē chalō .

167BapDada is congratulating you for the future too. 168Continue to move forward, fly and make others fly.

152Achchhā .

169Achcha.

153Double vidēśhī bhāī bahinē̃  : foreigners kō title diyā hai double foreigners .

170Double-foreign brothers and sisters: The foreigners are given the title "Double foreigners" .

154Foreigners nahī̃ double foreigners .

171Not just foreigners, but double foreigners.

155Tō practical mē̃ dēkhā jātā hai ki jaisē title diyā hai nā double foreigners aisē hī majority kō double naśhā rahtā hai kyā double naśhā rahtā hai  ?

172It is seen practically, that, just as you are given the title "Double foreigners" , in the same way, the majority of you have double intoxication. 173What is the double intoxication you have?

156Ki ham double umaṅg utsāh mē̃ rahnē vālē haĩ aur bāpdādā dēkhtē haĩ umaṅg utsāh achchhā rahtā hai .

174That you have double zeal and enthusiasm, and BapDada sees that you have good zeal and enthusiasm.

157Bāpdādā khuśh hai ki kahā̃ ēk london key|kī sthāpanā huī aur āj double foreigners nē kāphī sthānō̃ par sēvā kar sabhī kō bāpdādā kā yā brāhmaṇ parivār kā banāyā hai aur banānē kā lakṣhya achchhā hai isliē proof hai .

175BapDada is pleased that, initially, there was establishment in just London, whereas today double foreigners are doing service in so many places and making everyone belong to BapDada and the Brahmin family. 176You have a very good aim of making them belong to Baba and this is why there is the proof.

158Pahlē apnē turn mē̃ ātē thē lēkin abhī majority her|har turn mē̃ pahuñchtē haĩ aur bāpdādā kō khuśhī hai ki foreign K|kē bachchō̃ kō dēkh bhāratvāsiyō̃ kō umaṅg ātā hai ki yah bhāratvāsiyō̃ sē āgē baṛh rahē haĩ . 159Foreign vālē āgē baṛh rahē haĩ aur ham pīchhē rah nahī̃ jāē̃ .

177Earlier, you used to come in just your turn but you now come in almost every turn. 178BapDada is pleased that the people of Bharat have enthusiasm when they see the children from abroad going ahead of the Bharatwasis: "Those from abroad are moving forward and so we should not be left behind."

160Bhāratvāsiyō̃ kō bhī umaṅg ātā hai aur purūṣhārth mē̃ bhī dēkhā gayā tō abhī papers tō ātē haĩ foreign vālō̃ kē pās lēkin ēk viśhēṣhtā hai ki vah sachchī dil sē bōl dētē haĩ .

179The people from Bharat also have the enthusiasm, and in effort too. 180It has been seen that though those from abroad have test papers, they have the one speciality of speaking about them with an honest heart.

161Andar nahī̃ rakhtē haĩ aur uskā samādhān sachchī dil sē kartē rahtē haĩ .

181They don't keep anything inside and they find a solution with an honest heart.

162Yah bāpdādā kō khuśhī hai ki sāph dil tō hajūr hājir hō jātā hai .

182BapDada is pleased that when you have a clean heart the Lord becomes present.

163Achchhī result dēkh bāpdādā mubārak bhī dē rahē haĩ aur vardān bhī dē rahē haĩ ki sadā āgē baṛhtē rahē̃gē .

183Seeing this good result, BapDada is congratulating you and also giving you a blessing: You will constantly continue to move forward.

164Teachers bhī achchhī mēhnat kar rahī haĩ .

184Teachers are also making good effort.

165Bāpdādā kō khuśhī hōtī hai ki sabsē jyādā madhuban kā phāydā foreign vālē uṭhā rahē haĩ .

185BapDada is pleased that those from abroad are taking maximum benefit from Madhuban.

166Tō bāpdādā dēkhtē haĩ ki foreign K|kē chhōṭē chhōṭē sthānō̃ par bhī āvāj buland karnē key|kī sēvā karnā ārambh kar diyā hai .

186BapDada is seeing that you have started doing service abroad in a big way in even the smaller places.

167Tō sēvā key|kī mubārak hō sva parivartan key|kī mubārak hō .

187Congratulations for service and congratulations for self-transformation.

168Uṛtē chalō aur uṛātē chalō .

188Continue to fly and make others fly.

169Achchhā .

189Achcha.

170Chārō̃ ōr K|kē dēśh aur vidēśh K|kē bachchō̃ kō bāpdādā purūṣhārth mē̃ sahaj āgē baṛhnē aur baṛhānē key|kī khās mubārak dē rahē haĩ .

190BapDada is specially congratulating the children from everywhere in this land and abroad for easily moving forward in their effort and enabling others to move forward.

171Abhī jō samay ānē vālā hai uskē liē bāpdādā nē direction dē diyē haĩ ki tīvr purūṣhārthī ban second mē̃ bindu lagānē fullstop lagānē kā abhyās ati āvaśhyak hai .

191BapDada has already given a direction for the time that is to come: Become an intense effort-maker. 192Put a full stop in a second. 193The practice of putting a full stop is extremely essential.

172Is bāt kō halkā nahī̃ karō .

194Do not be slack in this.

173Achānak kuchh na kuchh hōnā hī hai isliē bāp key|kī śhubh āśhā hai ki har ēk bachchā sāth hai sāth chalē̃gē sāth rājya karē̃gē brahmā bāp kē sāth śhivbābā sākṣhī hō jāyēgā .

195Anything can happen suddenly and this is why BapDada's pure hope is that each child is with Him, will return with Him and will rule the kingdom with Father Brahma. 196Then Shiv Baba will become the detached Observer.

174Sāthī bannē vālē hō tō bāpdādā samān bannā hī hai .

197You are going to become companions and so you definitely have to become equal to BapDada.

175Achchhā - har ēk bachchē kō bāpdādā key|kī taraph sē is varṣh key|kī mubārak hai aur āgē varṣh key|kī bhī mubārak hai ki sadā bāp samān bannā hī hai .

198Achcha. 199Congratulations from BapDada to each child for this year, and for next year (season), too, that you definitely have to be constantly equal to the Father.

176Achchhā .

200Achcha.

177Mōhinī bahan sē  : saṅkalp kiyā mujhē karnā hai tō kar liyā yah āpkī tākat hai .

201Mohiniben: You had the thought that you have to do it and so you did it. 202That is your strength.

178Samajh jāō hōnā hī hai .

203Understand that it has to happen.

179Dādī jānkī sē  : pyār hai pyār āpkā pahuñchtā hai .

204Dadi Janki: You have love and your love reaches Baba.

180 ( sabhī dādiyō̃ sē ) bāpdādā āp sabhī kō dēkh karkē khuśh hōtā hai kyō̃  ?

205(To all Dadis): BapDada is pleased to see all of you. 206Why?

181Kyō̃ khuśh hōtā hai  ?

207Why is He pleased?

182Kyōṅki yagya rakṣhak ban yagya kō chalānē mē̃ āgē baṛh rahē hō .

208Because you have become protectors of the yagya and are moving forward in running the yagya.

183Sab nimitt haĩ nā .

209All of you are instruments.

184 ( Nirmalā bahan sē ) achchhā kiyā .

210(Dr. 211Nirmala): You did well.

185 ( Rūkmaṇi dādī ) bāpdādā jāntē haĩ ki sabhī apnī tabiyatō̃ kō chalā rahē haĩ lēkin āp nimitt hō nā .

212Rukmani Dadi: BapDada knows that all of you are managing with your health, but you are instruments.

186Tō nimitt tō chalāyēṅgē hī tō har ēk nimitt samajh khud bhī chalē aur yagya kō bhī chalāyē .

213Those who are instruments will enable them to work, so each one should consider the self to be an instrument and conduct yourself and also run the yagya.

187Jimmēvār group hai .

214This is a responsible group.

188Samjhā .

215Do you understand?

189Sab ēk ēk jimmēvār hai .

216Each one of you is responsible.

190Pardādī sē  : āpkī kamrē mē̃ baiṭhē baiṭhē sahyōg key|kī kiraṇē̃ yagya mē̃ phailtī hai .

217Par Dadi: Your sitting in your room and spreading rays of co-operation is spreading throughout the yagya.

191Sadā khuśh rahtī hai isliē chēhrā sadā khuśhnumā hai .

218You remain constantly happy and this is why your face is always cheerful.

192Khuśh hai khuśhnasīb hai .

219You are happy and have the fortune of happiness.

193Ḍā aśhōk Mēhtā sē  : abhī ṭhīk hai  !

220Dr. 221Ashok Mehta: Are you OK now?

194Kamzōrī khatm hō rahī hai  ?

222Is the weakness finishing?

195 ( abhī operation karnā śhurū kiyā hai ) jitnā chalē̃gē nā utnā achchhā hōtā jāyēgā .

223(They have just begun the treatment.) 224The more you walk the better you will become.

196Aur achchhā part bajāyā lēkin ēk bāt dhyān mē̃ rakhnā ki buddhi kō sadaiv bāp kē sāth lagākē rakhnā .

225You have played a good part, but now pay attention to one thing: Keep your intellect always connected to the Father.

197Buddhi mē̃ aur bātō̃ kā prabhāv nahī̃ paṛē kyōṅki yah buddhiyōg key|kī hī kamāī hai .

226Other things should not influence your intellect because this is the income of the intellect's yoga.

198Ēkdam jō bītā sō bītā uskā chintan varṇan nahī̃ .

227Let the past be the past completely; do not think or speak about it.

199Usmē̃ sē bhī nuksān sē bhī phāydā uṭhānā kyōṅki bāp key|kī nimitt ātmā hō nā .

228In that too, seek the benefit from the loss because you are the Father's instrument soul.

200Tō āp mē̃ bāp dikhāī dēvē .

229The Father should be visible in you.

201Sab yahī kahē ki jaisē bāp hai yah bāp samān hai .

230Everyone should say: "As is the Father, so this one is equal to the Father."

202Aisē hō saktā hai  ?

231Can you do this?

203Apnī buddhi kō bahut khuśh nyārā aur pyārā tō kamāl hō jāyēgī parivār mē̃ example ban jāyēṅgē .

232Keep your intellect very happy, detached and loving and there will be wonders. 233You will become an example in the family.

204Achchhā hai jō kiyā vah achchhā abhī achchhē tē achchhā .

234It is good. 235What you have done is good. 236Now, it will be the best of all.

205Āchārya pramōd kriṣṇam jī sē  : apnā parivār dēkhā .

237Acharya Pramod Krishnamji: Look at your family!

206Apnā hī ghar hai apnā hī parivār hai .

238This is your home and your family.

207Apnē ghar mē̃ āyē hō .

239You have come to your home.

208Bāp kō khuśhī hai ki bachchā apnē ghar mē̃ pahuñch gayā .

240The Father is pleased that the child has come to his home.

209Punīt issar  : ( mahābhārat mē̃ duryōdhan kā part bajāyā hai ) dēkhō āj apnē parivār mē̃ pahuñch gayē hō .

241Puneet Issar (An actor who played Duryodhan in the TV serial "The Mahabharata"): Look, today you have come into your family.

210Yah parivār achchhā lagtā hai nā  !

242You like this family, do you not?

211 ( adbhut ) tō aisā hī āpkō bankē banānā hai .

243(It is unique.) 244So, you have to become like them and make others the same.

212Bahut lucky hai jō madhuban mē̃ pahuñch jātē haĩ nā jō madhuban pahuñchtē haĩ unkā luck sadā hī khulā huā rahtā hai .

245Those who reach Madhuban are very lucky. 246The luck of those who reach Madhuban is always open.

213Bahut achchhā .

247Very good.

214 ( mahābhārat mē̃ duryōdhan kā part bajāyā hai ) abhī badal gayē abhī duryōdhan nahī̃ abhī bāp K|kē kārya kā sāthī ban gayē .

248(I played the part of Duryodhan in the Mahabharata.) 249You have now changed. 250You are not Duryodhan now. 251You have now become a companion in the Father's task.

215Yah bhī sāthī ban gayē .

252This one has also become a companion.

216Bāpdādā sē alag-alag V|we . I P mil rahē haĩ  : ( bhagvatī prasād minister uttarpradēś dhanañjay muṇḍē aim|M|am . L . A . mahārāṣhṭra tathā parivār )

253Various VIP souls meeting BapDada (Bhagwati Prasad, Minister, Uttar Pradesh; Dhananjay Munde, 254M.L.A., Maharashtra and family) etc.

2171 ) apnā ghar lagtā hai tō apnē ghar mē̃ ātī rahō .

255If you feel that this is your home, then continue to come to your home.

218Bāpdādā kā vardān yahī hai sadā khuśh rahō aur khuśhī bāṇṭō̃ .

256BapDada's blessing is: Constantly remain happy and share that happiness.

2192 ) dēkhō jitnā sahyōgī bantē jāyēṅgē utnā yōgī bantē jāyēṅgē .

257Look, the more co-operative you become the more yogi you will become.

220Sēvā mē̃ sahyōgī bantē jāō tō yōgī ban jāyēṅgē .

258Continue to be co-operative in service and you will become yogi.

221Paṛhāī jarūr paṛhō .

259Definitely study.

222Īśhvarīy paṛhāī mē̃ accurate .

260Be accurate in the Godly study.

2233 ) jaisē chal rahē hō vaisē chaltē āgē baṛhtē jāō achchhē hō baṛhtē rahō .

261Continue to move along as you are doing and continue to move forward. 262You are good. 263Continue to move forward.

2244 ) apnā ghar samajhkar sahyōgī hō sahyōgī yōgī tō karmayōgī ban part bajā rahē hō aur bajātē rahē̃gē .

264You are co-operative considering this to be your home. 265Co-operative and yogi. 266You are playing your part as a karma yogi and will continue to do so.

225Karmayōgī yah śhabda yād rakhō .

267Remember the word "karma yogi".

226Karma kitnā bhī karō lēkin yōgī .

268No matter how many actions you perform, be a yogi.

227Yōg nahī̃ chhōṛnā .

269Do not forget yoga.

228Yah bhī karmayōgī .

270This one is also a karma yogi.

2295 ) dēkhō murlī sē pyār hai iskā arth|earth hai bāp sē bhī pyār hai .

271Look, to have love for the murli means to also have love for the Father.

230Tō bāp sē pyār hai varsē K|kē adhikārī bannā .

272Because you have love for the Father, claim a right to the inheritance.

231Banē̃gī .

273You will do this.

2326 ) abhī is kārya kō samajh tō gayē hō abhī ismē̃ jitnā sahyōgī banē̃gē utnā yōg lagtā rahēgā .

274You have now understood this task and the more co-operative you become in this, the more yoga you will be able to have.

233Mēhnat nahī̃ lagēgī kyōṅki sahyōg āgē baṛhātā hai .

275It will not be an effort then because co-operation enables you to move forward.

234Tō karmayōgī .

276So, be a karma yogi.

235Sirph karma nahī̃ yōg bhī .

277Not just karma, but also yoga.

236Tō karmayōgī ātmā hū̃ yahī yād rakhnā .

278So remember: I am a karma yogi soul.

237Nirmā group K|kē karsan bhāī aur yugal sē  : bāpdādā nē dēkhā ki double part achchhā bajā rahē hō .

279Speaking to Karsanbhai (Founder of Nirma group industry) and his wife: BapDada saw that you are playing your double part very well.

238Murlī aur yād iskō bhī chalā rahē hō aur apnē kārya mē̃ bhī āgē baṛh rahē hō .

280You continue to have the murli and remembrance and are also moving forward in your business.

239Iskō kahā jātā hai karmayōgī .

281This is known as being a karma yogi.

240Karma bhī yōg bhī achchhā .

282To perform karma and also have yoga. 283Achcha.

241Karmayōgī bachchā hai .

284You are a karma yogi child.

242Tollywood ( haidarābād ) K|kē mega star - chirañjīvī bhāī aur yugal surēkhā bahan  : abhī yahā̃ bhī sēvā aur yōg ismē̃ bhī hero bannā hai .

285Mega star of Tollywood - Chiranjeevibhai and his wife Surekhaben: Now, here, also, become a hero in service and yoga.

243Yahā̃ hero kē sāth zero bhī bannā hai .

286Here, together with being a hero, you also have to be a zero.

244Aur yah sāthī hai .

287And this one is your companion.

245Dōnō̃ sāth haĩ .

288Both of you are together.

246Ēkmat hō gayē nā .

289You are now united, are you not?

247Tō ēkmat hōnē mē̃ bahut sahaj hō jātā hai bahut sukhī .

290By having one direction, it becomes very easy and you remain very happy.

248Yah yād rakhō sirph hero nahī̃ zero .

291Remember, just are not just a hero but a zero.

249Bas āgē baṛhē̃gē sirph yah śhabda nahī̃ bhūlnā ' mērā bābā ’ .

292You will move forward. 293Just do not forget the words "Mera Baba".

250Mērā kahnē sē sārā varsā mil jāyēgā .

294By saying "mera" you will receive the full inheritance.

251Tō ēk dō sē āgē āp apnī rīti sē yah apnī rīti sē .

295You are each ahead of one another, you in your own way and this one in her own way.

252Āśīṣ guptā apnā peace|pīs of|off mind channel śhurū kar rahē haĩ  : āp bhī karānē vālē nahī̃ karnē vālē bannā .

296Ashish Gupta is inaugurating his "Peace of Mind" channel. 297You are also not one who gets things done, but one who does things.

253Sāthī hō nā .

298You are a companion, are you not?

254Jō bhī śhubh kārya hōtā hai usmē̃ sāthī bannā baṛā puṇya hōtā hai .

299It is an act of great charity to be a companion in whatever auspicious task that takes place.

255Tō sirph chalānē vālē nahī̃ āp bhī sāthī ban K|kē sabhī kō utsāh mē̃ lānā .

300You are not one who will just run this, but you will also be a companion and put enthusiasm into everyone.

256Āpkā kām hai utsāh dilānā .

301Your duty is to give enthusiasm.

257Āp sirph nimitt hō .

302You are just an instrument.

258Āp śhubh bhāvnā rakhō bas .

303Simply have good wishes, that is all.

259Śhubh bhāvnā rakhnā tō ātā hai nā .

304You know how to have good wishes, do you not?

260Āpkī śhubh bhāvnā anēkō̃ kō śhubh bhāvnā biṭhāyēgī .

305Your good wishes will enable many others to have good wishes.

261Achchhā .

306Achcha.

307* O M S H A N T I *