बुधवार 19 अक्टूबर 2011 की अव्यक्त मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

019-10-11 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

019-10-11 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

1 «  follow father kar brahmā bāp samān vyarth samay , vyarth saṅkalp K|kē vijayī , karmātīt ban mukti kā gate|get khōlnē kē nimitt banō , is dīvālī par har ēk āpas mē̃ milkar saṅskār milan key|kī rās kā saṅkalp karō  »

1FOLLOW THE FATHER, AND LIKE FATHER BRAHMA, BECOME VICTORIOUS OVER WASTING YOUR TIME AND HAVING WASTE THOUGHTS. 2BECOME KARMATEET AND BECOME AN INSTRUMENT TO OPEN THE GATES TO LIBERATION. 3ON THIS DIWALI, EACH OF YOU SHOULD MEET EACH ANOTHER AND HAVE THE THOUGHT OF HAVING THE DANCE OF HARMONISING SANSKARS.

2Āj bāpdādā apnē chārō̃ ōr K|kē mīṭhē-mīṭhē pyārē-pyārē bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

4Today, BapDada is seeing His sweetest and loveliest children from everywhere.

3Sabhī baṛē pyār sē apnī yād dē rahē haĩ .

5Everyone is giving their remembrance with a lot of love.

4Itnā pyār sirph bāp kō hī kartē haĩ .

6They have so much love for just the Father.

5Yah paramātma pyār sirph abhī prāpt hōtā hai .

7This love from God is only received at this time.

6Har ēk bachchā pyār mē̃ lavlīn hai .

8Each child is lost in love.

7Bāp bhī her|har bachchē kō pyār kā respond dē rahē haĩ .

9The Father is also giving every child the response of his or her love.

8Vāh bachchē vāh  !

10Wah children! 11Wah!

9Chāhē sammukh haĩ , chāhē dūr haĩ lēkin har ēk bachchā bāp K|kē dil mē̃ samāyā huā hai .

12Whether personally in front of the Father or far away, each child is merged in the Father's heart.

10Sabkē dil mē̃ yah gīt baj rahā hai itnā pyār karēgā kaun  !

13The song "Who else would love me this much?" is playing in each child's heart.

11Yah bāp aur bachchō̃ kā ātmik pyār her|har bachchē kō dēh sē nyārā aur bāp kā pyārā banānē vālā hai aur yah pyār abhī hī bachchō̃ kō prāpt hōtā hai .

14This soul-conscious love between the Father and children is such that it makes each child detached from the body and loved by the Father. 15And only at this time is this love received by the children.

12Yah pyār bachchō̃ kō kyā sē kyā banānē vālā hai .

16This love makes you children into something great from what you were!

13Yah pyār sirph is ēk janm mē̃ prāpt hōtā hai .

17This love is received in only this one birth.

14Bāp bhī bachchō̃ kā snēh dēkh bachchō̃ K|kē snēh mē̃ samā jātā hai .

18Seeing the children's love, the Father also becomes merged in the children's love.

15Āj bāpdādā har ēk K|kē mastak mē̃ tīn bhāgya dēkh rahē haĩ .

19Today, BapDada is seeing three types of fortune on the forehead of each one.

16Ēk bāp K|kē svarūp mē̃ prāpt varsē kā bhāgya , dūsrā śhikṣhak K|kē rūp mē̃ śhrēṣhṭh śhikṣhā kā bhāgya aur tīsrā satgurū K|kē rūp mē̃ vardānō̃ kā bhāgya .

20One is the fortune of the inheritance received from the form of the Father. 21The second is the fortune of elevated teachings from the form of the Teacher. 22The third is the fortune of blessings from the form of the Satguru.

17Har ēk kā mastak in tīnō̃ bhāgya sē chamak rahā hai .

23Each one's forehead is sparkling with these three types of fortune.

18Bāpdādā bhī apnē bhāgyaśhālī bachchō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ .

24BapDada is also pleased to see His fortunate children.

19Chāhē sammukh baiṭhē haĩ , chāhē dūr baiṭhē haĩ lēkin dil mē̃ najdīk haĩ .

25Whether you are sitting personally in front of Him or far away, you are close in His heart.

20Aisē bachchō̃ aur bāp kā pyār sārē kalp mē̃ is samay hī prāpt hōtā hai .

26Such love between the children and the Father is only received at this time of the whole cycle.

21Yah pyār kā anubhav aurō̃ kō bhī karā rahē hō .

27You are giving the experience of this love to others too.

22Abhī kōī-kōī lōg samajhtē haĩ ki in brāhmaṇ ātmāō̃ kō kuchh milā hai .

28Now, some people think that you Brahmin souls have found something.

23Kyā milā hai , uskā spaṣhṭīkaraṇ hōtā jā rahā hai .

29What you have received is continuing to become clear to them.

24Bāp nē dēkhā ab is platinum jubilee kā chārō̃ ōr prabhāv hai aur bachchō̃ nē bhī dil sē sēvā kī hai aur āgē bhī plan banāyā hai .

30The Father saw that there is a great impact of the Platinum Jubilee everywhere, and that the children have served from their hearts and also made plans for the future.

25Tō bāpdādā bhī chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō mubārak dē rahē haĩ vāh bachchē vāh  !

31BapDada is congratulating all the children from everywhere: Wah children! 32Wah!

26Yah 75 varṣh apnē-apnē purūṣhārth anusār kartē nirvighna bankē  ; banākē pahuñch gayē hō .

33For 75 years you have been doing everything according to your own effort. 34By becoming free from obstacles and making others free from obstacles, you have reached here.

27Abhī bāp bachchō̃ sē kyā chāhtē haĩ  ?

35What does the Father now want from you children?

28Bāp kō sadā her|har bachchē mē̃ yahī āśhā hai ki her|har bachchā bāp samān ban jāē .

36The Father always hopes that each child will become equal to the Father.

29Jaisē brahmā bāp vijayī banē , aisē her|har bachchā sadā vijayī banē .

37Just as Father Brahma became victorious, in the same way, every child should always be victorious.

30Iskē liē jaisē brahmā bāp nē kyā kiyā  ?

38What did Father Brahma do for this?

31Follow father .

39Follow the father!

32Tō āp sabhī bhī her|har kadam uṭhātē pahlē check karō ki yah kadam brahmā bāp nē kiyā  ?

40So, while taking every step, all of you also first of all have to check: Did Father Brahma do this?

33Brahmā bāp nē her|har bachchē prati chāhē jāntē thē ki yah bachchā kamzōr hai , purūṣhārth mē̃ bhī , sēvā mē̃ bhī lēkin kamzōr kē ūpar aur hī rahm aur kalyāṇ key|kī bhāvnā rahī .

41Even while knowing that a particular child was weak in his effort and in his service, he had even more feelings of mercy and benevolence for those who were weak.

34Aisē hī bāpdādā sabhī bachchō̃ kō bhī yahī kahtē apnē parivār K|kē harēk bhāī yā bahan prati śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā , rahm aur kalyāṇ key|kī dr̥iṣhṭi sē unkē bhī sahyōgī banō .

42BapDada says to all the children: Similarly, have pure feelings and good wishes and, with the vision of mercy and benevolence, be co-operative to each brother and sister of your family.

35Bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā ki pyār key|kī subject mē̃ har ēk bachchā yathā śhakti pās|pass hai .

43BapDada told you earlier too that, in the subject of love, each and every child has passed according to his capacity.

36Pyār K|kē kāraṇ hī āgē baṛh rahē haĩ .

44It is because of love that you are moving forward.

37Abhī bāpdādā bachchō̃ K|kē pyār kō dēkh khuśh hai .

45Seeing the children's love, the Father is pleased.

38Pyār key|kī subject K|kē kāraṇ har ēk bachchā number-vār chal rahā hai .

46Because of the subject of love, each child is moving along numberwise.

39Abhī bāpdādā chāhtē haĩ ki pyār mē̃ kuchh kurbānī bhī kī jātī hai .

47BapDada now wants a sacrifice made out of love.

40Bāp sē pyār hai isliē kaun see|sī|C kurbānī karnī hai  ?

48You have love for the Father and so what sacrifice are you going to make?

41Jō bāpdādā chāhtā hai vah samajh tō gayē hō , samajhtē hō nā bāp kyā chāhtā hai  ?

49You have of course understood what BapDada wants. 50You do understand what BapDada wants, do you not?

42Samajhtē hō  ?

51Do you understand?

43Kāndh hilāō .

52Nod!

44Samajhtē hō  ?

53Do you understand?

45Tō karnā hai iskī bhī himmat hai nā  !

54Then, do you have the courage to do that?

46Hai himmat hāth uṭhāō .

55If you have courage, then raise your hands!

47Himmat hai  ?

56Do you have courage?

48Achchhā .

57Achcha.

49Tō himmatē bachchē madadē bāp hai hī .

58When the children have courage, the Father help is always there.

50Abhī bāpdādā chāhtē haĩ , result mē̃ dēkhā tō abhī tak sampūrṇ pavitratā K|kē hisāb sē vyarth saṅkalp bhī apavitratā kā bīj hai .

59In the result that BapDada has seen until now, in terms of complete purity, even waste thoughts is a seed of impurity.

51Tō bāpdādā nē dēkhā yah vyarth saṅkalp chalnā , yah majority bachchō̃ mē̃ ab bhī saṅskār rahā huā hai .

60BapDada saw that the majority of you still have the sanskar of having waste thoughts.

52Ēk vyarth saṅkalp aur dūsrā vyarth samay yah majority bachchō̃ mē̃ ab bhī dikhāī dētā hai .

61One is waste thoughts and the other is wasting time: This is even now visible in the majority of you children.

53Aur vyarth saṅkalp kā ādhār hai man , jō manmanābhav hōnē nahī̃ dētā kyōṅki bāpdādā nē kāphī samay sē iśhārā dē diyā hai ki jō kuchh hōnā hai vah achānak hōnā hai .

62The basis of waste thoughts is your mind which doesn't allow you to become Manmanabhav. 63BapDada has been giving you this signal for a long time: Whatever is going to happen is going to happen suddenly.

54Tō achānak K|kē hisāb sē bāpdādā nē check kiyā majority bachchō̃ mē̃ yah vyarth saṅkalp kā saṅskār hai .

64In terms of something happening suddenly, BapDada saw that the majority of you children have the sanskar of having waste thoughts.

55Tō jab brahmā bāp vyarth samay , vyarth saṅkalp K|kē vijayī ban karmātīt huē tō follow father .

65Since Father Brahma became victorious over having waste thoughts and wasting his time and became karmateet, you have to follow the Father.

56Bāpdādā nē dēkhā ki man hai tō āpkī rachnā , āp man K|kē rachtā hō tō man kō chalānē vālē hō .

66BapDada saw that the mind is your creation, that you are the creator of your mind and so you control the mind.

57Man key|kī controlling power , ruling power K|kē mālik hō lēkin phir bhī man kahā̃ dhōkhā dē dētā hai .

67You are the masters with the controlling power and ruling power of the mind, but, nevertheless, your mind still deceives you.

58Hai āpkī rachnā , mērā hai nā  ! 59Lēkin controlling power cum|kam hōnē K|kē kāraṇ dhōkhā dē dētā hai .

68It is your creation, you say, "It is mine!" However, because of not having enough controlling power, it deceives you.

60Man kō ghōṛā bhī kahā jātā hai lēkin āpkē pās|pass śhrīmat key|kī lagām hai .

69The mind is also said to be a horse, but you have the reins of Shrimat.

61Hai nā lagām  !

70You do have these reins, do you not?

62Tō kabhī bhī agar man west|waste saṅkalp key|kī taraph lē jātā , lagām kō tight karnē sē apnē kō vyarth saṅkalp key|kī thōṛī bhī apavitratā kō khatm kar saktē hō .

71If your mind ever takes you to any waste, then, by tightening the reins, you can finish the slightest impurity of waste thoughts that still remains.

63Man K|kē mālik ban , jaisē brahmā bāp nē rōz man key|kī checking key|kī , aisē rōz check karō aur vyarth saṅkalp kō samāpt karō .

72Become a master of your mind. 73Just as Father Brahma checked his mind every day, in the same way, check your mind every day and finish the waste thoughts.

64Tō āj bāpdādā yahī chāhtā hai ki is vyarth saṅkalpō̃ kō samāpt karō .

74Today, BapDada wants you to finish these waste thoughts.

65Burē saṅkalp cum|kam haĩ , vyarth jyādā haĩ lēkin ismē̃ time bahut jātā hai .

75There are few bad thoughts but more waste thoughts and these do take up a lot of your time.

66Man K|kē mālik ban man kō aisē busy karō jō aur taraph ākarṣhit hō āpkī lagām kō ḍhīlā nahī̃ karē .

76Become a master of your mind and keep your mind so busy that it cannot be attracted to anything else and make the reins slack.

67Hō saktā hai yah  ?

77Is this possible?

68Āj bāpdādā vyarth saṅkalp K|kē samāpti kā sabkō saṅkalp dē rahē haĩ .

78Today, BapDada is giving everyone the thought to finish all waste thoughts.

69Hō saktā hai  ?

79Is this possible?

70Hāth uṭhāō jō samajhtē haĩ vyarth saṅkalp bhī samāpt , ceremony manāyēṅgē .

80Those of you who feel that you will finish all waste thoughts and have a ceremony for this, raise your hands!

71Vyarth samay bhī bachānā hai .

81Also save your time from being wasted.

72Samay aur saṅkalp dōnō̃ kō bachānā hai kyōṅki bāpdādā sabkā chart dēkhtē haĩ .

82You have to save both your time and your thoughts because BapDada is seeing each one's chart.

73Tō chart mē̃ yah kamī majority mē̃ dēkhnē I|āī|eye .

83BapDada saw this shortcoming in the charts of the majority of you.

74Man K|kē mālik hī viśhva K|kē mālik bannē haĩ .

84Only those who are the masters of the mind are to become the masters of the world.

75Jaisē bāp brahmā manjīt ban viśhva kā mālik ban gayā , abhī tō āpkē liē , bachchō̃ kē liē āvāhna kar rahē haĩ , āpkī advance party bhī āvāhna kar rahī hai .

85Just as Father Brahma became a conqueror of his mind and became a master of the world, so he is now invoking all of you children. 86Even the advance party is invoking you.

76Sunāyā thā chār bajē advance party vālē bhī vatan mē̃ ātē haĩ , tō pūchhtē haĩ kab mukti kā gate|get khōlē̃gē  ?

87You were told that even those of the advance party come to the subtle region at four am and they ask: When will the gates to liberation open?

77Kiskō khōlnā hai  ?

88Who is going to open these?

78Āp sabhī mukti kā gate|get khōlnē vālē hō nā  !

89All of you are going to open the gates to liberation, are you not?

79Āpkā sampūrṇ bannā arthāt mukti kā gate|get khulnā .

90Your becoming complete means the gates to liberation will open.

80Tō bāpdādā sē advance party rūhrihān kartī hai kab tak  ?

91Those of the advance party were having a heart-to-heart conversation with BapDada: Till when?

81Tō bāp āpsē pūchhtē haĩ kab tak  ?

92So, the Father is asking you: Till when?

82Tō kyā javāb dēgē  ?

93So, what response should be given?

83Pahlī line vālē bōlō , kab tak  ?

94Those in the front row: till when?

84Her|har kārya kē liē date fix kartē hō nā  !

95You fix a date for every task, do you not?

85Tō is kārya key|kī date kab tak  ?

96So, when will you fix a date for this task?

86Brahmā bāp tō phariśhtē rūp mē̃ āvāhna kar rahē haĩ .

97Father Brahma is invoking you through his angelic form.

87Batā saktē hō date  ?

98Can you tell Baba the date?

88Bōlō , date fix kar saktē haĩ  ?

99Speak! 100Are you able to fix the date?

89Abhī date fix hai  ?

101Is the date fixed now?

90Pāṇḍav hāth uṭhāō , date fix hai  ?

102Pandavas, raise your hands; have you fixed the date?

91Nahī̃ hai .

103You haven't!

92Kyō̃  ?

104Why?

93Dīdī kahtī hai bābā ham lōgō̃ kō lagan thī ghar jānā hai , ghar jānā hai , ghar jānā hai .

105Didi was saying: Baba, we had the deep desire: We have to go home, we have to go home, we have to go home.

94Dādī kahtī hai hamkō lagan thī karmātīt hōnā hai , karmātīt hōnā hai … .

106Dadi was saying: We have the deep desire: We have to become karmateet, we have to become karmateet.

95Tō āp sabhī kā tō dīdī dādī sē pyār hai nā .

107All of you have love for Didi and Dadi, do you not?

96Hai tō sabhī sē kyōṅki jō bhī advance party mē̃ gayē haĩ un sabhī sē āpkā pyār tō hai .

108You have love for everyone because all of you have love for all those who have gone into the advance party.

97Abhī uskē praśhna kā uttar dō .

109Now, give a response to their question.

98Tō āpas mē̃ rūhrihān kar ab kuchh javāb taiyār karnā .

110Therefore, now have a heart-to-heart conversation among yourselves and prepare a reply.

99Karē̃gē  ?

111Will you do this?

100Āj tō double foreigners K|kē milan kā din hai nā  !

112Today, it is the day for the double foreigners to meet, is it not?

101Tō double foreigners bhī āpas mē̃ rāy karkē date batānā aur bhārat vālē bhī is par charchā karkē batānā .

113So, double foreigners also have to discuss this among yourselves and tell Baba the date. 114Those from Bharat also have to discuss this and tell Baba.

102Hai javāb .

115Do you have a reply.

103Hā̃ bōlō , bōlō … .

116Yes, speak! 117Speak!

104Jō bōlē vah hāth uṭhāō .

118Those who want to say something, raise your hands.

105 ( mōhanī bahan Newyork - bābā date āp fix kariyē , ham lōg ever ready haĩ ) nahī̃ āp fix karō nā .

119(Mohiniben of New York "“ Baba, You fix the date and we are all ever-ready . ) No, you have to fix it.

106Taiyār āpkō hōnā hai nā .

120You have to become ready, do you not?

107Bāp tō kahēgā ki is dīvālī par dīvālī karō .

121The Father would say: Have this Diwali on this Diwali.

108Ever ready .

122Ever- ready?

109Ever ready  ?

123Are you ever-ready?

110Kahē̃gē jaldī hai . 111Isliē kahtē haĩ āp batāō .

124This is why Baba is saying: You have to tell Baba.

112 ( ḍā . Nirmalā bahan nē kahā - bābā ēk sāl dō ) achchhā , ismē̃ śhāmil hō , yah kah rahī hai ēk sāl .

125(Dr. 126Nirmala said: Baba, give us one year, till next Diwali.) 127Achcha, do you agree? 128She is asking for one year.

113Jō samajhtē haĩ ēk sāl vah hāth uṭhāō .

129Those who feel that you want one year, raise your hands!

114Baṛā hāth uṭhāō .

130Raise your hands high!

115Achchhā .

131Achcha.

116Ēk sāl vālō̃ kā nām note karō .

132Note down the names of those who want one year.

117Achchhā hai .

133It is good.

118Dūsrē sab muskarātē haĩ .

134All others are smiling.

119Bōlō .

135Speak!

120 ( nirvair bhāī nē kahā - now aur never , āj abhī hōnā hai ) tō tālī bajāō .

136(Nirwairbhai: Now or never! 137It has to happen today and now.) 138So, applaud!

121Achchhā , bahut achchhā .

139Achcha. 140Very good.

122Tō abhī abhī sabhī apnē man mē̃ yah promise karō ki kabhī bhī vyarth saṅkalp nahī̃ ānē dēgē .

141Now, right now, each of you has to make a promise to yourself in your mind that you will never allow waste thoughts to enter your mind.

123Yah hō saktā hai  ?

142Is this possible?

124Abhī sē kahtē haĩ now or never , tō kam sē kam yah sab promise kartē haĩ ki abhī sē na vyarth saṅkalp , na vyarth samay gãvāyēṅgē  ?

143You are saying from now: Now or never. 144So, at the very least, is everyone making the promise that you will not have any waste thoughts or waste your time?

125Ismē̃ jō taiyār haĩ vah hāth uṭhāō .

145Those who are ready for this, raise your hands!

126Majority nē uṭhāyā hai .

146The majority of you have raised your hands.

127Jō samajhtē haĩ ki time lagēgā vah hāth uṭhāō .

147Those who feel that this will take time, raise your hands!

128Kōī nahī̃ .

148No one.

129Vah thōṛē haĩ jō kahtē haĩ , hāth uṭhā rahē haĩ thōṛē thōṛē .

149There are a few who are saying they want some time. 150A few are raising their hands.

130Achchhā tō is dīvālī par yah ēk dr̥iṛh saṅkalp karnā , jinhōnnē majority nē hāth uṭhāyā hai vah svāhā karnā isīliē āp sabkī taraph sē dr̥iṛh saṅkalp kē liē āj cake kāṭē̃gē .

151Achcha, on this Diwali, have this one determined thought: All those of the majority who raised their hands, all of you have to make a sacrifice and, this is why, on behalf of all of you, we will cut a cake for the determined thoughts.

131Pasand hai nā  !

152Do you like this?

132Āj kā cake is dr̥iṛh saṅkalp kā sūchak hai kyōṅki sabhī chāhtē haĩ , agyānī bhī chāhtē haĩ ki ab kuchh hōnā chāhiē , ab kuchh hōnā chāhiē lēkin tākat nahī̃ hai .

153Today's cake is a symbol of this determined thought because all of you and even those who do not have knowledge want something to happen now. 154Something should happen now, but they don't have the power.

133Āp bachchō̃ mē̃ tō saṅkalp kō pūrṇ karnē key|kī tākat hai .

155You children have the power to fulfill your thoughts.

134Follow father hai nā .

156You are following the father, are you not?

135Brahmā bāp kā janm hī dr̥iṛh saṅkalp sē huā hai .

157The birth of Father Brahma took place with the determined thought.

136Karnā hai , sōchē̃gē nahī̃ , kyā karū̃ , kyā nahī̃ karū̃ , karnā hai .

158I have to do this! 159Not that "I will think about it. 160Should I do it or not do it?" I have to do this.

137Us ēk dr̥iṛh saṅkalp nē itnē bachchō̃ kā bhaviṣhya banāyā .

161That one determined thought created the future of so many children.

138Ēk brahmā bāp nē kitnī himmat rakhī .

162One Father Brahma maintained so much courage.

139Ādhā hissā milā aur yagya rachā .

163He received half his share and he created a sacrificial fire.

140Yagya K|kē brāhmaṇ rachē aur ab dēśh vidēśh key|kī ātmāyē̃ pahuñch gaī haĩ , ēk brahmā bāp K|kē dr̥iṛh saṅkalp K|kē kāraṇ .

164He created the Brahmins of the yagya and now souls from this land and abroad have reached here because of the one determined thought of Father Brahma.

141Tō dr̥iṛh saṅkalp kyā nahī̃ kar saktā .

165So, what can a determined thought not achieve?

142Yah tō example hai āpkē āgē .

166There is this example in front of you.

143Saṅkalp kartē hō bahut achchhē achchhē saṅkalp bāp kē pās pahuñchtē haĩ lēkin usmē̃ dr̥iṛhtā kam hōtī hai .

167You have very good thoughts and these reach the Father, but they lack determination.

144Kōī bāt sāmnē I|āī|eye nā tō dr̥iṛhtā kam hō jātī hai .

168When any situation comes in front of you, that determination reduces.

145Dr̥iṛhtā saphaltā key|kī chābī hai .

169Determination is the key to success.

146Dēkhō , dillī vālō̃ nē dr̥iṛh saṅkalp kiyā , karnā hī hai .

170Look, those from Delhi had the determined thought: We have to do this.

147Hō gayā nā  !

171So, it happened, did it not?

148Sōchē̃gē , dēkhē̃gē , yah nahī̃ kiyā .

172They didn't say: We will think about it, we will see about it. 173It was everyone's determined thought.

149Sabkā dr̥iṛh saṅkalp , nimitt banē̃ jaisē nimitt banē̃ yah bachchī , bachchē , lēkin sabkā sahyōg aur dr̥iṛh saṅkalp usnē practical saphaltā lāī .

174It was this daughter and this child who became the instruments, but it was everyone's co-operation and the determined thoughts that brought about the practical success.

150Ismē̃ sabnē sāth diyā aur ēkmat huē .

175Everyone gave their hand in this and they were all united.

151Hā̃ nā , hā̃ nā nahī̃ , ēk dr̥iṛh mat huī tō dr̥iṛhtā mē̃ itnī śhakti hai .

176They didn't say "yes", "no", "yes", "no". 177There was the determined direction, for determination has this much power.

152Jō kārya ārambh kartē haĩ usmē̃ pahlē dr̥iṛh saṅkalp kā bīj ḍālō , uskā phal nikalnā hī hai .

178Whatever task you begin, first of all, sow the seed of determined thoughts and that definitely has to bear fruit.

153Yah itnā 75 varṣh kaisē bītā , brahmā bāp aur bachchō̃ kē sāth nē dr̥iṛh saṅkalp sē 75 varṣh pūrē kiyē .

179How did these 75 years go by? 180It was through the company of Father Brahma and the children and their determined thoughts that we have completed 75 years.

154Umaṅg-utsāh sē baṛhtē baṛhātē rahē , tab yah 75 varṣh pūrē kiyē .

181They have continued to move forward and make others move forward with zeal and enthusiasm. 182This is how the 75 years have been completed.

155Abhī yah saṅkalp karō āj vyarth samay , vyarth saṅkalp samāpt karnā hī hai .

183Today, have this thought: Today, I definitely have to finish all wastage of time and waste thoughts.

156Jab vyarth samāpt hō jāyēgā tō sadā śhrēṣhṭh saṅkalp kā khazānā kamāl dikhāyēgā .

184When the waste finishes, the treasure of constant, elevated thoughts will show wonders.

157Tō āj double foreigners kā viśhēṣh milan divas hai .

185So, today it is the special day for meeting the double foreigners.

158Bāpdādā khuśh hai double vidēśhī bachchē chārō̃ ōr double sēvā achchhī kar rahē haĩ .

186BapDada is pleased that the double-foreign children are doing very good double service everywhere.

159Ēk svayã kā purūṣhārth aur dūsrā ātmāō̃ key|kī sēvā , dōnō̃ bāt mē̃ achchhī himmat rakh āgē baṛh rahē haĩ .

187One is your own effort and the second is service of other souls. 188You have maintained very good courage in both of these things and are moving forward.

160Bāpdādā is double sēvā key|kī mubārak dē rahē haĩ .

189BapDada is congratulating you for this double service.

161Mubārak hō , mubārak hō .

190Congratulations! 191Congratulations!

162Āj viśhēṣh inhō̃ kā din hai , tō inhō̃ kō mubārak dē rahē haĩ .

192It is your special day today and so BapDada is congratulating you.

163Mubārak āpkō bhī hai , bhārat vālō̃ kō bhī mubārak haĩ .

193Congratulations to you and congratulations to those from Bharat too.

164Jaisē dillī mē̃ nimitt banē nā yah br̥ijmōhan , āśhā nimitt banē̃ aur inhō̃ kē sāth madadgār thī gupta rūp mē̃ Gulzār bachchī . 165Aur ēkmat hā̃ jī , hā̃ jī karnē mē̃ sārī dillī mē̃ umaṅg rahā aur practical kiyā .

194Just as Brijmohan and Asha became instruments for Delhi, so child Gulzar was also their helper in an incognito way, and by your being united in one direction and saying "Ha ji, ha ji", there was enthusiasm in the whole of Delhi and you achieved this practically.

166Hā̃ nā nahī̃ kiyā .

195You weren't undecided.

167Karnā hī hai . 168Tō yah ēk mat hōnā arthāt saphaltā .

196"We have to do this!" To be united in this way means to have success.

169Saphaltā āp bachchō̃ kā har ēk kā janm siddha adhikār hai .

197Success is the birthright of each of you children.

170Uskō use karō .

198Use that!

171Albēlē nahī̃ banō .

199Do not be careless!

172Hō jāyēgā , kar lē̃gē , yah nahī̃ sōchō . 173Karnā hī hai , yah hai brāhmaṇō̃ key|kī bhāṣhā .

200Do not think, "It will happen, we will do it." But "We have to do it!" This is the language of Brahmins.

174Tō bāpdādā vaisē tō sabhī bachchō̃ par khuśh hai lēkin āj dillī vālō̃ nē bhī kamāl dikhāī , bāpdādā nē dēkhā ki government K|kē viśhēṣh lōg jō nimitt haĩ unkō achchhī tarah sē sandēśh pahuñch gayā ki brahmākumāriyā̃ jiskē liē samajhtē thē , yah kyā karē̃gī .

201BapDada is pleased with all the children, but today, those from Delhi showed wonders. 202BapDada saw that the important people of the Government who are instruments have now received Baba's message very well: They used to think of the Brahma Kumaris: What are they going to do?".

175Kuchh galat phahmī bhī thī lēkin yah 75 varṣh kā sunkē abhī yah samajhtē haĩ ki yah jō chāhē̃ vah kar saktē haĩ isliē jō bhī nimitt haĩ government mē̃ unhō̃ tak āvāj achchhā pahuñchā hai , yah kamāl hai ēkmat key|kī .

203They had some misunderstandings, but by hearing about the 75 years, they now understand that you can do whatever you want. 204This is why this sound has reached the instruments in the Government very well. 205This is the wonder of a united direction.

176Tō bāpdādā double vidēśhiyō̃ kō dēkh khuśh hai , vr̥iddhi bhī kar rahē haĩ aur double sēvā key|kī taraph sē attention achchhā hai .

206BapDada is pleased to see the double foreigners. 207You are progressing and paying very good attention to doing double service.

177Sirph bāpdādā yah iśhārā phir bhī dē rahā hai ki āpas mē̃ saṅskār milan key|kī rās karō .

208BapDada is nevertheless giving this signal again: You have to perform the dance of harmonising your sanskars with one another.

178Yah nahī̃ sōchō , centre tō achchhā chal rahā hai , service tō achchhī hō rahī hai lēkin jab ēk parivār hai , prabhu parivār hai , laukik parivār nahī̃ prabhu parivār hai .

209Do not think: The centre is functioning very well, good service is taking place. 210For, since this is one family, it is God's family, it is not a worldly family, but God's family.

179Prabhu parivār kā arth|earth hī hai ēk dō mē̃ śhubh bhāvnā , kalyāṇ key|kī bhāvnā .

211God's family means to have good wishes and feelings of benevolence for one another.

180Ēk dō mē̃ yahī saṅkalp rahē ki ham sabhī sāth-sāth ēk dō kō āgē baṛhātē mukti kā gate|get khōlkē sāth jānā hī hai .

212Have the thought for one another: All of us together, with one another's company, will move forward and open the gates to liberation and return home together.

181Isliē her|har centre mē̃ aisā vāyumaṇḍal hō jō samajh mē̃ āvē yah 8 nahī̃ , 10 nahī̃ lēkin 10 hī ēk haĩ .

213This is why there should be such an atmosphere at every centre that people don't think that there are eight or ten people here, but that these ten are one (united).

182Abhī saṅskār milan key|kī rās har ēk apnē man mē̃ dīvālī mē̃ saṅkalp karō .

214Now, each one of you has to have the thought in your mind for Diwali of performing the dance of harmonising your sanskars.

183Ēk bhī ātmā ēk dō sē dūr nahī̃ hō , sab ēk hō .

215Not a single soul should be distant from anyone; all should be united.

184Tō is dīvālī par saṅskār milan key|kī rās karnā .

216On this Diwali, perform the dance of harmonising sanskars.

185Man mē̃ dr̥iṛh saṅkalp karnā ki ēk bhī mērē sē bhārī nahī̃ hō , sab halkē .

217Have this determined thought in your mind: Not a single person should be heavy with me; everyone should be light.

186Saṅskār nahī̃ miltē haĩ tō bhārī hōtē haĩ .

218When your sanskars are not in harmony, there is heaviness.

187Tō bāp samajhtē haĩ ki is saṅkalp sē gate|get kā darvājā khōlnē kē liē jaldī taiyār hō jāyēṅgē .

219The Father feels that through this thought you will quickly become ready to open the gates.

188Check karō kōī bhī hamārē sē nārāz nahī̃ , lēkin bhārī bhī nahī̃ hōnā chāhiē .

220Check: Not only should no one become upset with you, but no one should even become heavy.

189Hō saktā hai yah  ?

221Is this possible?

190Hō saktā hai  ?

222Is it possible?

191Kāndh hilāō hō saktā hai .

223Nod if it is possible!

192Hō saktā hai hāth uṭhāō .

224If it is possible, then raise your hands!

193Tō is dīvālī par achchhī raunak hō jāyēgī .

225Then, there will be very good splendour on this Diwali.

194Double foreigners , bāpdādā dil mē̃ rōz double foreigners kō emerge kartē haĩ , kyō̃  ?

226Double foreigners: BapDada makes you double foreigners emerge in His heart every day. 227Why?

195Kyō̃ emerge kartē haĩ  ?

228Why does He make you emerge?

196Kyōṅki double foreigners nimitt banē haĩ sārē viśhva mē̃ bāp kā nām bālā karnē kē liē .

229Because the double foreigners have become instruments to glorify the Father's name in the whole world.

197Kis bāt par  ?

230Through what?

198Ki jab yah bhāratvāsī nahī̃ haĩ , foreigners haĩ inhōnnē apnā bhāgya banā liyā tō ham kyō̃ rah jāē̃ .

231Since they are not residents of Bharat, they are foreigners and they have created their fortune; therefore, why should they be left out?

199Yah prērṇā is dillī K|kē programme sē bhārat mē̃ achchhī phailī hai isliē bāpdādā sēvā kē nimitt āp sabhī kō emerge kartē haĩ .

232This inspiration has spread very well in these programmes in Delhi and this is why BapDada makes you children emerge as instruments for service.

200Bhārat kō jagāyēṅgē , jagā rahē haĩ aur āgē bhī aisē V|we . I|āī|eye . pī|P taiyār karē̃gē jō bhārat kō jagāyēṅgē .

233You will awaken Bharat. 234You are awakening it and you will prepare such VIPs in the future too who will awaken Bharat.

201Unkā anubhav bhārat vālō̃ kō jagāyēgā .

235Your (foreigners) experience will awaken the people of Bharat.

202Bāpdādā kō yād hai śhurū-śhurū mē̃ bahut V|we . I|āī|eye . Ps lē ātē thē .

236BapDada remembers how you used to bring many VIPs here in the beginning.

203Programmes kartē thē .

237You used to have programmes.

204Abhī yah sēvā nahī̃ hai .

238That service doesn't happen now.

205Aisē V|we . I|āī|eye . pī|P taiyār karō jō stage par apnā anubhav sunāyē̃ .

239Prepare such VIPs who will share their experiences on the stage.

206Abhī jyādā cultural dikhāyā , anubhav bhī sunāyā lēkin thōṛā time thā , abhī aisē V|we . I|āī|eye . pī|P lāō jō bhārat vālō̃ key|kī takdīr kō jagāyē .

240Now, there have been more cultural programmes, and you also shared experiences, but there was little time. 241Now bring such VIPs who will awaken the fortune of those from Bharat.

207Abhī bhī jō foreigners aur bhārat key|kī sēvā ikaṭhṭhī key|kī uskā bhī prabhāv achchhā rahā .

242The service that took place now of the foreigners and those of Bharat created a good impact.

208Ab mil karkē aisī sēvā kō baṛhātē chalō .

243Now, all of you should continue to increase such service together.

209Aur mukhya bāt apnē kō har ēk chāhē bhāratvāsī chāhē foreigners jaldī jaldī aisē sampann banāō jō āp sabkī sampannatā mukti kā gate|get khōl dē .

244The main thing is that each one, whether a resident of Bharat or from abroad, should make yourself complete so quickly that your completion opens the gates to liberation.

210Achchhā .

245Achcha.

211 ( 90 dēśhō̃ sē 2400 double vidēśhī āyē haĩ , usmē̃ 600 nayē bhāī bahinē̃ āyē haĩ ) mubārak hō .

246(2400 double foreigners have come from 90 countries out of which there were 600 new brothers and sisters.) 247Congratulations!

212Bāpdādā kō khuśhī hai ki bichhuṛē huē bachchē āj apnē parivār aur bāp sē mil rahē haĩ .

248BapDada is pleased that the children who became separated are today meeting their family and their Father.

213Tō bahut achchhā abhī sabhī kō tīvr purūṣhārthī bannā paṛē kyōṅki thōṛē samay mē̃ number āgē lēnā hai .

249Very good. 250Now everyone has to become an intense effort-maker because you have to claim a number ahead in a short time.

214Tō tīvr purūṣhārthī ban āgē sē āgē baṛhtē chalō .

251So, become an intense effort-maker and continue to move ahead the furthest of all.

215Phir bhī mubārak hai jō pahuñch gayē haĩ .

252Congratulations that you have reached here.

216Bāpdādā ēk ēk kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ .

253BapDada is pleased to see each and every one of you.

217Abhī bahut sahaj yād kī yātrā dvārā apnē kō sampann banākē āgē sē āgē baṛhnē kā prayatna karē̃gē aur āgē hō saktē haĩ , pīchhē ānē vālē bhī pīchhē nahī̃ rahnā , āgē baṛhnā .

254Now, with the very easy pilgrimage of remembrance, make yourself complete and make effort to go ahead of everyone, for you can go ahead of everyone. 255Even those who have come late should not be left behind, but should move ahead.

218Achchhā .

256Achcha.

219 ( global hospital K|kē 20 sāl pūrē huē haĩ ) hospital nē anēk ātmāō̃ kō parivār mē̃ lāyā hai .

257(Global Hospital Research Centre has completed 20 years.) 258The Hospital has brought many souls to this family.

220Ābū key|kī hospital kē bād lōgō̃ mē̃ yah vibration jō thā yah patā nahī̃ kyā kartē haĩ , abhī yah sōchtē haĩ ki yah double sēvā kar rahē haĩ .

259Previously, people used to think: We don't know what they are doing. 260However, after the hospital opened in Abu, they began to think that you are doing double service.

221Śharīr kē liē bhī aur ātmā kē liē bhī double part bajā rahē haĩ iskē liē jahā̃ bhī sēvā kar rahē hō tō sēvā key|kī mubārak hai , mubārak hai .

261You are playing a double part of the body and the soul. 262So, for that, congratulations for wherever you are doing service. 263Congratulations! 264Congratulations!

222Bāpdādā kō achchhā lagtā hai ki double doctor banē haĩ , double sēvādhārī banē haĩ .

265BapDada likes it that you have become double doctors, that you have become double servers.

223Abhī har ēk aur bhī āgē baṛhtē rahnā .

266Now, each one of you has to continue to move ahead.

224Achchhā .

267Achcha.

225Achchhā hai sēvā mē̃ achchhē haĩ .

268It is good that you are good in service.

226Achchhā –

269Achcha.

227Chārō̃ ōr K|kē chāhē sāmnē baiṭhē haĩ , chāhē kahā̃ bhī baiṭhē haĩ lēkin sabkā attention madhuban mē̃ haĩ .

270Whether you are sitting in front of Baba or wherever you may be sitting, everyone's attention is on Madhuban.

228Bāpdādā kō dēkh rahē haĩ , majority tō dēkh hī rahē haĩ .

271All are seeing BapDada, the majority of you are seeing BapDada.

229Bāpdādā bhī sabhī bachchō̃ kō , chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō sadā harṣhit rahnē vālē , sadā double purūṣhārthī , double purūṣhārthī arthāt sva K|kē purūṣhārth mē̃ bhī aur sēvā K|kē purūṣhārth mē̃ , aisē double purūṣhārthī aur double niśhchay aur naśhē mē̃ rahnē vālē , sadā bāp kē sāth rahnē vālē , sadā āpas mē̃ bhī kalyāṇ aur rahm key|kī śhubh bhāvnā mē̃ rahnē vālē , ēk-ēk bachchē kō nām sahit bāpdādā dil key|kī yād pyār dē rahē haĩ .

272To all the children from everywhere who remain constantly cheerful, to the constant, double effort-makers - double effort-maker means those who are making effort for the self and also making effort in service; to those who are such double effort-makers and those who have double intoxication and faith, to those who constantly stay with the Father, to those who constantly have feelings of benevolence and pure feelings of mercy, BapDada is giving love and remembrance personally from His heart to each and every child by name.

230Lēkin āj key|kī bāt vyarth saṅkalp key|kī samāpti key|kī bhūl nahī̃ jānā .

273However, do not forget what Baba said today about finishing all waste thoughts.

231Bāpdādā kē pās record tō pahuñch hī jātā hai .

274The record reaches BapDada anyway.

232Bāpdādā dēkhē̃gē kitnē tīvr purūṣhārthī bachchē haĩ aur ēk dō kō bhī umaṅg utsāh dē āgē baṛhānē vālē haĩ .

275BapDada will see how many intense effort-making children there are and there are also those who increase zeal and enthusiasm in one another and make them move forward.

233Agar kōī galat bhī kartā hai tō uskē prati vah galat kartā hai , aur āp uskī galatī|galtī kā man mē̃ saṅkalp kartē hō , yah kartā hai , yah kartā hai , yah kartā hai … yah bhī khatm karō .

276When someone is doing something wrong, you have thoughts of that one's mistake in your mind: He is doing this or that or this. 277Finish all of this!

234Unkō sahyōg dō , śhrēṣhṭh bhāvnā dō , aisī sēvā kartē sārē saṅgaṭhan kō śhrēṣhṭh saṅkalp vālē banānā hī hai .

278Give them your co-operation, give them your elevated feelings. 279By doing such service you have to make the whole gathering a gathering of those who have elevated thoughts.

235Kōī centre par kabhī bhī kōī ēk dō kē prati kōī bhī aur bhāvnā nahī̃ hō , śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā , ṭhīk hai nā  !

280At any centre, there should not be any other feeling for anyone at the centre. 281There should only be good wishes and pure feelings; is that right?

236Bahut achchhā .

282Very good.

237Abhī sabhī bachchō̃ kō bāpdādā mubārak kē sāth dil kā yādpyār bhī sāth mē̃ dē rahē haĩ .

283Together with congratulations, BapDada is also giving all the children love and remembrance from His heart.

238Dādī jānkī jī sē  : vidēśh aur dēśh dōnō̃ kō refresh karnē kā achchhā part bajāyā .

284Speaking to Dadi Janki: You played a very good part of refreshing both the land abroad and also this land.

239Nimitt tō āp hō nā .

285You are the instrument, are you not?

240Banānē vālā bāp hai .

286The Father has made you like that.

241Mōhinī bahan  : tabiyat ṭhīk hai , chalātī chalō .

287Mohiniben: Your health is fine, continue to move along.

242Kyōṅki jyādā chal gaī hai , thōṛā time lagēgā , lēkin bāp key|kī nazar hai .

288Since it has lasted a long time it will now take some time, but the Father's vision is on you.

243 ( āpkā vardān hai ) vardān tō bābā hai hī vardātā .

289(I have Your blessing.) 290For blessings, Baba is the Bestower of Blessings.

244Achchhā hai , sabhī milkē chalā rahē hō tō bāpdādā ēk ēk kē ūpar rāzī hai .

291It is good. 292All of you together are making this institution continue and so BapDada is pleased with each one of you.

245Kahā̃ bhī kaisē bhī chalā rahē haĩ .

293No matter where or how, you are making everything move.

246Achchhā hai .

294It is good.

247 ( Gulzār dādī sab kuchh kartē gupta rahtī hai ) uskā bhī gupta part thā .

295(Gulzar Dadi does everything and remains incognito.) 296She has an incognito part.

248Gupta number āgē hōtā hai , patā hai .

297Do you know that an incognito person claims a number ahead?

249Nirvair bhāī sē  : bāpdādā tō khuśh hai .

298To Nirwairbhai: BapDada is pleased.

250Bāp tō sabhī bachchō̃ kē sāth hai .

299The Father is with all the children.

251Madad hai .

300You have His help.

252Br̥ijmōhan bhāī sē  : achchhā kiyā , dillī nē nām bālā kiyā .

301To Brijmohanbhai: You did well. 302Delhi glorified the name.

253Achchhā kiyā , nimitt bantē haĩ kōī lēkin sabkā sāth , sabkā umaṅg yah ikaṭhṭhā hō gayā tō chārchānd lag gayē .

303You did well. 304It is some who become instruments, but everyone's company and everyone's zeal and enthusiasm together made everything so grand and wonderful.

254Aur kisī kā bhī nā śhabda nahī̃ nikalā .

305And no one said "no" for anything.

255 ( śhānti bahan sē ) śharīr kō chalānā achchhā ātā hai .

306(To Sister Shanti: You know how to look after your body well.

256Samay par kām nikālnā , yah achchhā kiyā .

307To get it to do what you want at the right time, that was good.

257Lēkin madad bhī kōī lēvē .

308However, one should be willing to take that help.

258Bāp key|kī madad tō hai lēkin samay par lēvē .

309The Father's help is always there, but one should take it at the right time.

259Achchhā kiyā .

310You did well.

260Sabhī mē̃ umaṅg ā jāyēgā abhī .

311There will now be enthusiasm in everyone.

261Dillī vālē milkar karē̃gē , kamāl tō karnā hī hai .

312Those from Delhi will all together do this. 313We have to perform wonders.

262Himmat rakhī nā .

314You have remained courageous.

263Himmat sē sabkī madad , bāp key|kī bhī madad .

315By having courage you have everyone's help, and you also have the Father's help.

264Sabhī nē achchhā kiyā , apnē-apnē sthān par achchhā kiyā .

316All of you did well. 317You did well in your own places.

265Tō dillī kō mubārak hō .

318Congratulations to those from Delhi.

266Pardādī sē  : brahmā bāp kō dēkhnā hō tō ismē̃ dēkhō .

319To Par Dadi: If you want to see Father Brahma, see him in this one.

267Achchhā hai .

320It is good.

268Bahut achchhī himmat aur umaṅg utsāh mē̃ rahtī hō isliē bīmār nahī̃ lagtī hō .

321You maintain courage well and you have good zeal and enthusiasm, for this is why you don't look ill.

269 ( rūkmaṇī bahan sē ) achchhā sambhāltī hai .

322(To Rukshmaniben sister who looks after Par Dadi): You look after her well.

270Āp sambhālnē vālō̃ kō bhī mubārak hō .

323Congratulations to all of you who look after her.

271Vidēśh key|kī baṛī mukhya bahinō̃ sē  : ( bāpdādā kō mubārak dī|the ) āpkō bhī hō .

324Speaking to the senior sisters from abroad: (They gave congratulations to BapDada.) 325And, to you too!

272Āp nahī̃ hōtē tō yah kaisē āgē baṛhtē .

326If it weren't for you, how would all of these move forward.

273Abhī V|we . I|āī|eye . Ps lāō .

327Now, bring VIPs.

274Pahlē āp V|we . I|āī|eye . Ps lātē thē .

328Earlier, you used to bring the VIPs.

275Abhī vahā̃ sēvā karkē unhō̃ kō taiyār karō kyōṅki ājkal lōgō̃ kō akhbār mē̃ samāchār bahut miltā hai .

329Now, do service there and prepare them because people nowadays receive a lot of news through the newspapers.

276Sāmnē thōṛē sē ātē haĩ lēkin akhbārē̃ kaī gharō̃ mē̃ samāchār pahuñchātī haĩ .

330Few come in front of you, but the news reaches many homes through the newspapers.

277V|we . I|āī|eye . pī|P kā samāchār akhbār jarūr ḍāltē haĩ .

331The journalists definitely print news about VIPs.

278 ( vidēśh mē̃ 40 varṣh key|kī sēvā kā manāyā ) sabhī nē milkē kiyā tō lōgō̃ K|kē man mē̃ āyā ki yah kōī chhōṭī sansthā nahī̃ hai .

332(We celebrated 40 years of service abroad.) 333All of you celebrated it together and so people understood that this is not a small organisation.

279Vidēśh mē̃ bhī jahā̃ tahā̃ muslim student haĩ , unkā thōṛā āvāj buland karō .

334Abroad, where you have Muslim students, let that sound spread.

280Unkā ānā chāhiē ki muslim bhī ātē haĩ .

335The sound should spread that Muslim students also come here.

281Centre haĩ lēkin chhipē huē haĩ .

336There is a centre, but it is incognito.

282Abhī Buddhist key|kī service nahī̃ huī hai , Buddhist kā kōī aisā sample nahī̃ hai , vah bhī hōnā chāhiē .

337The Buddhists have not been served yet. 338There isn't a sample of a Buddhist, there should be that too.

283 ( śhrīlaṅkā , China mē̃ haĩ ) abhī stage par nahī̃ āyē haĩ .

339(There are Buddhists in Sri Lanka and China.) 340They have not come on the stage.

284 ( vajīhā nē yād dī hai ) vajīhā kō bahut bahut yād dēnā .

341(Wajeeha has sent remembrance.) 342Give lots and lots of remembrance to Wajeeha.

285Ramēśh bhāī sē  : ( pair kā operation achchhā hō gayā ) āp ṭhīk rahtē haĩ nā , tō jō mukhya nimitt haĩ vah ṭhīk rahtē haĩ tō sabkō khuśhī hōtī hai .

343To Rameshbhai: (His knee operation went well.) 344You are well, are you not? 345When the main instruments are fine, everyone is happy.

286Achchhā kiyā time K|kē pahlē karā liyā , yah ṭhīk hai aur sabhī key|kī āpkō śhubh bhāvnā bahut hai .

346It is good that you did it before time. 347You are fine and you also have lots of good wishes from everyone.

287Har ēk jō bhī nimitt haĩ , unhō̃ key|kī āpkō āśhīrvād bahut hai .

348You have many blessings from all those who are instruments.

288 ( bāmbē mē̃ bhī aisī sēvā hō uskē liē prērṇā dō ) hā̃ hō jāyēgā , kyā baṛī bāt hai .

349(There should also be such service in Bombay and we would like Your inspirations for that). 350Yes, it will happen. 351It is not a big deal.

289Abhī ēk example ( dillī mē̃ ) huā tō sab prērṇā lē̃gē , karē̃gē .

352Now, one place has set the example and so everyone will take inspirations and it will happen.

353 * O M S H A N T I *