मंगलवार 20 मार्च 2012 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
020-03-12 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
020-03-12 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
1 « santuṣhṭatā key|kī śhakti chēhrē aur chalan mē̃ dhāraṇ kar brahmā bāp samān banō , sadā khuśh rahō aur khuśhī bāṇṭō̃ »
1IMBIBE THE POWER OF CONTENTMENT IN YOUR FACE AND ACTIVITY AND BECOME THE SAME AS FATHER BRAHMA. 2REMAIN CONSTANTLY HAPPY AND SHARE HAPPINESS.
2Āj chāhē sammukh chāhē dūr K|kē santuṣhṭamaṇi bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
3Today, BapDada is seeing His children, the jewels of contentment, who are in front of Him and also those who are in distant places.
3Har ēk bachchā apnē santuṣhṭatā key|kī śhakti sē chamaktē huē muskarātē milan manā rahē haĩ .
4Each child, sparkling with his power of contentment, is smiling and celebrating a meeting.
4Yah santuṣhṭatā key|kī śhakti sabsē mahān hai isliē ismē̃ sarv prāptiyā̃ haĩ .
5This power of contentment is the greatest power of all and this is why there are all attainments within it.
5Santuṣhṭatā key|kī śhakti dhāraṇ karnē vālī santuṣhṭamaṇiyā̃ svayã kō bhī priya , bāp kō bhī priya , parivār kō bhī priya haĩ kyōṅki santuṣhṭatā jahā̃ hai vahā̃ sarvśhaktiyā̃ santuṣhṭatā mē̃ samāī huī haĩ .
6The jewels of contentment who imbibe the power of contentment are loved by the self, loved by the Father and also loved by the family because, where there is contentment, all the powers are merged in that contentment.
6Santuṣhṭatā key|kī śhakti kā vāyumaṇḍal chārō̃ ōr phailtā hai .
7The atmosphere of the power of contentment spreads everywhere.
7Santuṣhṭamaṇi vālī ātmāyē̃ kabhī bhī māyā sē hār nahī̃ khā saktī , māyā hār khātī hai .
8Souls who are jewels of contentment can never be defeated by Maya; Maya herself is defeated.
8Santuṣhṭamaṇi ātmāyē̃ sarv key|kī dil kō apnā banā saktī haĩ .
9Souls who are jewels of contentment can make everyone's heart belong to them.
9Santuṣhṭamaṇi ātmā chāhē māyā , chāhē prakr̥iti K|kē bhinn-bhinn halchal kō aisē anubhav kartī jaisē ēk cartoon kō dēkh rahē haĩ .
10Jewels of contentment souls experience the different forms of upheaval of Maya and matter as though they are watching a cartoons how.
10Aisē har ēk bachchā apnē kō santuṣhṭatā key|kī śhakti mē̃ sampann samajhtē haĩ ?
11So, does each of you children experience yourself to be full of the power of contentment in this way?
11Apnē sē pūchhō ki maĩ santuṣhṭamaṇi hū̃ ?
12Ask yourself: Am I a jewel of contentment?
12Kaī bachchē kahtē haĩ kabhī-kabhī rahtē haĩ , sadā nahī̃ lēkin kabhī-kabhī , tō bāpdādā kō kabhī-kabhī śhabda achchhā nahī̃ lagtā hai .
13Some children say that they are this always followed sometimes; not all the time, but sometimes. 14BapDada does not like this word "sometimes".
13Bāpdādā sadā har ēk bachchē kō yādpyār dētē haĩ , khuśhī dētē haĩ .
15BapDada constantly gives love, remembrance, and happiness to each and every child.
14Tō bāpdādā kō yah kabhī kabhī śhabda achchhā nahī̃ lagtā , sadā khuśhnumā .
16So, BapDada does not like this word "sometimes" - "always" happy.
15Tō bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki is kabhī-kabhī śhabda kō kyā parivartan kar saktē hō !
17BapDada wants to know if you can transform this word "sometimes".
16Kabhī-kabhī śhabda brāhmaṇō̃ key|kī dictionary mē̃ hī nahī̃ hai , sadā .
18The word "sometimes" does not even exist in the dictionary of Brahmins, only "always".
17Tō kyā āj sabhī bachchē jō bāp K|kē pyārē , māyā K|kē prabhāv sē nyārē banē haĩ , tō kyā āj is kabhī kabhī śhabda kō samāpt kar saktē haĩ ?
19So, today children, you who love the Father and have become free from the influence of Maya, can you finish this word "sometimes"?
18Kar saktē haĩ ?
20Can you finish it?
19Kyōṅki bāpdādā bahut samay sē kah rahē haĩ kōī bhī halchal achānak ānī hai .
21BapDada has been telling you for a long time that any type of upheaval is to come suddenly.
20Uskī taiyārī kē liē agar abhī sē kabhī kabhī K|kē saṅskār hōṅgē tō kyā sadākāl K|kē rājyabhāgya K|kē adhikārī ban sakē̃gē ?
22In order to prepare for that, if you still now have the sanskar of "sometimes", would you be able to claim a right to the fortune of the kingdom for all time?
21Brahmā bāp sē sabkā dil kā pyār hai .
23You all have love for Father Brahma in your hearts.
22Brahmā bābā sē vāydā sāth haĩ , sāth chalē̃gē , sāth rājya karē̃gē .
24You have promised Father Brahma: We are together, we will return together and we will rule together.
23Yah vāydā pakkā hai nā !
25This is a firm promise, is it not?
24Kāndh hilāō .
26Nod your heads!
25Pakkā hai ?
27Is it firm?
26Kitnā pakkā !
28How firm is it?
27Brahmā bāp nē kabhī bhī śhabda bōlā !
29Did Father Brahma ever use the word "sometimes"?
28Āp sabkō bhī sadā amr̥itvēlē yādpyār diyā aur sadā bāp kē sāth milkar gyān key|kī bātē̃ , snēh key|kī bātē̃ , umaṅg-ulhās key|kī bātē̃ sunāī .
30He always gave all of you love at amrit vela, and, together with the Father, always spoke of matters of knowledge, matters of love and matters of zeal and enthusiasm.
29Tō sabhī sē hāth uṭhvāyē̃ ki bāpdādā sē pyār hai tō sabhī dō dō hāth uṭhāyēṅgē .
31If Baba were to ask you to raise your hands if you have love for BapDada, all of you would raise both your hands.
30Hai nā !
32Isn't that right?
31Pakkā ?
33Are you sure?
32Jab pyār hai tō pyār vālē K|kē ēk-ēk śhabda sē bhī pyār hōtā hai .
34When you love someone, you also have love for every word that the loved one speaks.
33Brahmā bāp nē kabhī śhiv pitā sē yah nahī̃ kahā ki kabhī-kabhī hōtā hai .
35Father Brahma never said to Father Shiva that it happens only sometimes.
34Sadā follow father kiyā aur sāth mē̃ āpkō bhī karāyā kyōṅki brahmā bāp kā bachchō̃ sē jigrī pyār hai isīliē āpkā nām bhī kyā hai ?
36He always followed the Father and also made you follow Him because Father Brahma has deep love in his heart for you children. 37Therefore, what is your name?
35Brahmākumārī , śhivkumārī nām nahī̃ hai .
38Brahma Kumari, your name is not Shiva Kumari.
36Tō brahmā bāp sē pyār arthāt brahmā bāp kā kahnā aur brahmākumār kumārī kā mānnā .
39To have love for Father Brahma means that whatever Father Brahma says, the Brahma Kumaris follow.
37Pyār arthāt nyōchhāvar .
40Love means surrender.
38Tō kis par nyōchhāvar hōṅgē ?
41So, what will you surrender to?
39Unkī āgyā par .
42To His directions.
40Jō bōlā vah kiyā kyōṅki brahmā bāp kē sāth śhiv bāp hai .
43Whatever He (Shiva Baba) said, he (Brahma Baba) did, because Father Shiva is also with Father Brahma.
41Akēlā nahī̃ .
44He is not alone.
42Bāpdādā , bāpdādā kahtē hō nā !
45You say, "Bap Dada, Bap Dada", do you not?
43Tō āj bāpdādā kabhī-kabhī śhabda kō her|har bachchē K|kē mukh sē samāpt karnē chāhtē haĩ .
46Today, BapDada wants every child to finish saying the word "sometimes".
44Tō āp sabhī bachchē bāp K|kē sāthī hō .
47All of you children are the Father's companions.
45Pyār hai nā !
48You do love Him, do you not?
46Pyār mē̃ tō apnē āpkō nyōchhāvar bhī kar dētē haĩ yah tō sirph śhabda kō nyōchhāvar karnā hai kyōṅki bāpdādā her|har bachchē kō mālā kā vijayī ratna banānē chāhtē haĩ .
49Out of love you also surrender yourselves to Him, and here, it is just a matter of surrendering this word because BapDada wants to make every child a victorious jewel of the rosary.
47Tō apnē kō mālā kā maṇkā samajhtē hō ?
50Do you consider yourselves to be beads of the rosary?
48Vijayī samajhtē hō ?
51Do you consider yourselves to be victorious?
49Kaī bachchē kahtē haĩ brāhmaṇō̃ key|kī saṅkhyā tō bahut hai aur mālā 108 kī hai tō 108 hī āyēṅgē nā !
52Some children say that the number of Brahmins is huge and that the rosary is only of 108 and so only 108 can become part of it.
50Lēkin bāpdādā agar āp sampann banē̃ , vijayī banē̃ tō 108 key|kī mālā hai yah nahī̃ sōchō , bāpdādā bīch mē̃ laṛiyā̃ bhī lagā dēgā .
53Do not think that it is a rosary of 108. If you become complete and victorious, BapDada will add more strings in the middle.
51Lēkin āp vijayī banō .
54However, you do have to become victorious.
52Kaī bachchē sōchtē haĩ patā nahī̃ , number milēgā yā nahī̃ milēgā .
55Some children think: I don't know whether I will receive a number or not.
53Āp agar sampann banē̃ tō bāp number dē hī dēgā kyōṅki bāp kā her|har bachchē sē pyār hai .
56If you become complete, the Father will give you a number because the Father has love for every child.
54Sunāyā bhī thā bhalē kōī last bachchā hai , unsē bhī bāp kā pyār hai kyōṅki us bachchē nē chāhē svabhāv K|kē vaśh hai lēkin bāp kō jānkē mērā bābā tō kahā .
57You were told earlier that even if it is the last child, the Father has love for him too, because even if that child is influenced by his sanskars, he has recognized the Father and said "My Baba".
55Duniyā mē̃ kitnē baṛē-baṛē martabē vālē unhōnnē bāp kō nahī̃ pahchānā lēkin usnē tō pahchānā , chāhē kōī kamzōrī vaśh hai lēkin bāp kō tō pahchānā .
58There are people in the world with such high positions who have not recognized the Father, but that child has recognized Him. 59Even if he is influenced by some weakness, he has at least recognized the Father.
56Mērā bābā tō pyār sē kahtē haĩ isliē bāp nē pahlē bhī sunāyā thā ki last bachchē kē ūpar bāp kā pyār tō hai hī lēkin uskē ūpar khās kalyāṇ key|kī dr̥iṣhṭi , kalyāṇ key|kī vr̥itti bhī hai ki yah bachchā kuchh na kuchh āgē baṛhtā rahē .
60At least he says "My Baba" with love and this is why, Baba had also told you earlier that, the Father not only loves even the last number child, but that He also has a vision of benevolence, an attitude of benevolence for that child to continue to move forward.
57Tō bāpdādā āj spaṣhṭ sunā rahē haĩ , ki āp aur bātē̃ nahī̃ sōchō yah kaisē hōgā , yah kyā hōgā , āp apnē kō yōgya ātmā banāō .
61Today, BapDada is telling you clearly: Do not think about other things: "How will these happen? 62What will happen?" Simply make yourself into a worthy soul.
58Karmayōgī ātmā banāō .
63Make yourself a karma yogi soul.
59Bākī bāp her|har bachchē kō aisā yōgya bachchā jō banēgā uskō sarv prāpti kā vardān bhī dēkē āgē baṛhāyēgā , pīchhē nahī̃ rakhēgā .
64The Father will give every child who makes himself worthy the blessing of all attainments and make him move forward; He will not keep that child behind.
60Tō bāpdādā āj amr̥itvēlē chārō̃ taraph K|kē chāhē dēśh chāhē vidēśh mē̃ chakra lagānē gayē .
65Today, at amrit vela, BapDada went on a tour everywhere, in this land and abroad.
61Vaisē tō bāpdādā majority chakra lagātē hī haĩ lēkin āj jab chakra lagāyā , sunāyā thā tō bāpdādā chakra lagānē jātā hai tō viśhēṣh āpkē pūrvaj dādiyā̃ bhī sāth mē̃ chakra lagānē chaltī haĩ .
66Generally too, when BapDada tours around you were told earlier, your special ancestor Dadis also go on the tour with Baba.
62Tō chakra lagātē kyā dēkhā ?
67So, what did Baba see while touring around?
63Jāntē tō hō āp bhī .
68You know that too.
64Achchhē-achchhē saṅkalp kartē haĩ , karkē hī dikhāyēṅgē , bankē hī dikhāyēṅgē , hāth mē̃ hāth lēkē hī chalē̃gē .
69You have very good thoughts: We will definitely do this, we will definitely become this. 70We will move along holding on to Your hand with our hand.
65Tō hāth kyā hai ?
71So, what is the hand?
66Śhiv bāp kō tō phariśhtā rūp bhī nahī̃ hai tō hāth kaun sā hai ?
72Father Shiva does not even have an angelic form, so what hand is it?
67Śhrīmat hāth hai .
73It is the hand of Shrimat.
68Foreign mē̃ fashion hai hāth mē̃ hāth dēkē chalnē kā .
74Abroad, they have the fashion of walking hand in hand.
69Tō yahā̃ hāth hai śhrīmat tō sabhī hāth mē̃ hāth milākē chalnē vālē hō nā !
75So, here, the hand is of Shrimat, and so all of you are those who move along with your hands in His hand, are you not?
70Hai tākat ?
76Do you have that power?
71Brahmā bāp nē dēkhō kadam-kadam śhrīmat par chalkē āp sabhī kō karkē dikhāyā .
77Father Brahma took every step according to Shrimat and demonstrated that to all of you.
72Kyā karnā hai , kaisē karnā hai , example hai .
78He is the example of what you have to do and how you have to do it.
73Sākār mē̃ example hai .
79He was the example in the corporeal form.
74Nirākār key|kī bāt tō chhōṛō lēkin brahmā bāp sākār mē̃ āpkē sāthī thē .
80Let alone the Incorporeal, but Father Brahma was your companion in the corporeal form.
75Tō jaisē brahmā bāp śhrīmat kā hāth mē̃ hāth milākē phariśhtā ban gayā . 76Aisē hī follow father hai nā !
81Just as Father Brahma gave his hand to the Father's hand of Shrimat and became an angel, so, you are following the father in the same way, are you not?
77Follow father yād hai nā !
82You remember to follow the father, do you not?
78Tō follow kyā karnā hai ?
83So, what do you have to follow him in?
79Sārī bātē̃ spaṣhṭ karkē dikhāī , brahmā bāp K|kē chēhrē aur chalan kō sabhī jāntē haĩ nā !
84He showed you everything very clearly. 85All of you know Father Brahma's face and his activities, do you not?
80Apnī buddhi dvārā tō brahmā bāp kō emerge kar saktē haĩ nā !
86You can make Father Brahma emerge with your intellect, can you not?
81Jō dincharyā jaisē dincharyā brahmā bāp nē key|kī , sākār tan mē̃ hōtē , sākār mē̃ bhī sab anubhav kiyā .
87Whatever the timetable was, Father Brahma did that. 88While in the physical body, he experienced everything here in the corporeal.
82Brahmā bāp K|kē charitra tō sab jāntē hī haĩ .
89All of you know Father Brahma's character.
83Tō follow father .
90So follow the father.
84Āpkō pakkā karnē kē liē brahmā bāp K|kē her|har kadam revise bhī kiyē haĩ .
91Every step of Father Brahma's has been revised by you to make it firm.
858 kadam paṛhtē hō nā , kyā-kyā kiyā !
92You have read about his eight steps, of what he did, have you not?
86Bas uskō follow karnā hai .
93You simply have to follow him, that's all.
87Follow karnā arthāt brahmā bāp samān bannā .
94To follow means to become equal to Father Brahma.
88Tō sōchō bāp sē pyār hai , dōnō̃ bāp sē pyār hai .
95So just think: You have love for the Father, you have love for both Fathers.
89Pyār mānā pahlē bhī sunāyā tō pyār kā practical rūp hai brahmā bāp kā karnā aur kahnā aur bachchō̃ kō bāp samān karnā , yah hai sachchā dil kā pyār .
96You were told earlier too, what it means to have love. 97The practical form of love is that Father Brahma says and the children do exactly the same as the Father. 98This is the love of a true heart.
90Kaī bachchē kyā kartē haĩ ?
99What do some children do?
91Brahmā bāp samān karnā hai , yah sōchtē haĩ lēkin pahlē karkē pīchhē sōchtē haĩ , brahmā bāp samān tō kiyā nahī̃ .
100They think that they have to do the same as Father Brahma, but they first do it and then think about it. 101So, they did not do the same as Father Brahma.
92Lēkin kar tō liyā .
102But you did whatever you did.
93Lēkin follow karnā hai tō pahlē sōchō , saṅkalp karnē K|kē pahlē sōchō kyā yah saṅkalp brahmā bāp kā hai !
103If you are going to follow, then first think. 104Think before you have a thought: Is this the Father's thought?
94Agar hai tō practical karō .
105If it is, then do it practically.
95Karkē pīchhē nahī̃ sōchō .
106Do not think about it after doing it.
96Lēkin pahlē sōchkē phir follow karō .
107First think about it and then follow.
97Brahmā bāp kō follow karnā arthāt brahmā bāp samān bannā .
108To follow Father Brahma means to become equal to Father Brahma.
98Himmat hai ?
109Do you have this courage?
99Follow karnē key|kī himmat hai ?
110Do you have the courage to follow Him?
100Jō samajhtē haĩ karnā hī hai , vah hāth uṭhāō .
111Those who think that you are going to do it, raise your hands!
101Pahlē sōchnā phir karnā .
112First think and then do.
102Karkē nahī̃ sōchnā .
113Do not do and then think.
103Tō āj bāpdādā viśhēṣh santuṣhṭatā key|kī śhakti har ēk bachchē mē̃ brahmā bāp samān dēkhnē chāhtē haĩ .
114Today, BapDada specially wants to see every child have the power of contentment the same as Father Brahma.
104Is ēk santuṣhṭatā key|kī śhakti mē̃ sab śhaktiyā̃ ā jāyēṅgī .
115All other powers will come with this one power of contentment.
105Tō āj bāpdādā kā viśhēṣh vardān hai santuṣhṭatā K|kē śhakti bhav !
116So, today, BapDada's special blessing is: May you have the power of contentment!
106Kuchh bhī hō apnī santuṣhṭatā kō kabhī nahī̃ chhōṛnā .
117No matter what happens never let go of your contentment.
107Kaī bachchē kahtē haĩ , rūhrihān kartē haĩ nā ! 108Tō kahtē haĩ santuṣhṭ bannā sahaj hai , lēkin santuṣhṭ banānā bahut muśhkil hai .
118Some children say when they have their heart-to-heart conversations: It is easy to become content, but difficult to make others content.
109Āp svayã kōī kuchh bhī kartā hai , kartā hai tō āp samajhtē bhī hō yah ṭhīk nahī̃ hai phir dil mē̃ kyā rakhtē hō ?
119When someone is doing something and you know that that is not right, why do you keep it in your heart?
110Yah aisā kartā , yah aisā kartā hai , iskā svabhāv aisā hai , iskā aisā hai .
120This one is doing this. 121That one is doing that. 122This one's nature is like this, that one's is like that.
111Dil mē̃ nahī̃ rakhō kyōṅki āpnē dil mē̃ bāp kō biṭhāyā hai .
123Do not keep this in your heart because you have made the Father sit in your heart.
112Biṭhāyā hai nā ?
124You have seated Him in your heart, have you not?
113Kāndh hilāō .
125Nod your head.
114Biṭhāyā hai pakkā ?
126Have you sat Him there? 127Are you sure?
115Ki nikāltē bhī hō biṭhātē bhī hō ?
128Or do you also remove Him and then sit Him there?
116Agar biṭhāyā hai tō dil mē̃ bāt rakhē̃gē , tō bāp kē sāth dil mē̃ bāt bhī rakhē̃gē .
129If you have sat Him there, and then you have also kept these things in your heart, then together with the Father, you would have also kept these things in your heart.
117Tō dil mē̃ nahī̃ rakhō .
130So, do not keep these things in your heart.
118Bāpdādā nē yah yukti bhī pahlē hī sunāī hai ki sadā aisī ātmā kē prati śhubh bhāvnā śhubh kāmnā rakhkar apnī śhubh kāmnā kō kārya mē̃ lagāō aur vaisē bhī dēkhō āp samajhtē hō yah achchhā nahī̃ kartī , tō kharāb chīz hai .
131BapDada has told you this method earlier too, that you must always have good wishes and pure feelings for such souls and use your good wishes. 132And in any case, you understand that what that one is doing is not good, and so it is bad.
119Tō agar kōī āpkō kharāb chīz dēvē tō āp lē̃gē ?
133If someone gives you something bad, will you take it?
120Tō jab kharāb samajhtē hō tō buddhi mē̃ rakhnā , dil mē̃ rakhnā tō kharāb chīz liyā kyō̃ ?
134Since it is something bad, then why should you keep it in your intellect or in your heart? 135Why did you take something that was bad?
121Aisē apnī dil mē̃ sadā bāp kō rakhtē huē bāp samān ban jāyēṅgē .
136While keeping your Father in your heart in this way, you will become equal to the Father.
122Yah tō vāydā hai nā , bāp samān bannā hai nā !
137This is your promise, is it not? 138You are going to become equal to the Father, are you not?
123Bannā hai pakkā ?
139You are definitely going to become this, are you not?
124Ki patā nahī̃ banē̃gē yā nahī̃ banē̃gē ?
140Or do you have doubts: I don't know whether I will become equal or not?
125Yah tō nahī̃ sōchtē ?
141You do not think in this way, do you?
126Pyār mānā follow father .
142To have love means to follow the Father.
127Tō bāpdādā abhī ēk-ēk bachchē kō śhubh kāmnā , śhubh bhāvnā sampann ātmā dēkhnē chāhtē haĩ .
143BapDada now wishes to see each child filled with good wishes and pure feelings.
128Teachers banē̃gī ?
144Will the teachers become this?
129Teachers sē bāpdādā kā viśhēṣh pyār hai .
145BapDada has special love for the teachers.
130Kyō̃ pyār hai ?
146Why does He love you?
131Kyōṅki bāp key|kī gaddī par baiṭhnē key|kī himmat rakhī hai .
147Because you have maintained the courage to sit on the Father's gaddi.
132Tō teachers mē̃ himmat hai nā !
148So, teachers you have courage, do you not?
133Har ēk teacher sē bāp yah chāhtā hai ki har ēk K|kē feature sē future dikhāī dē .
149The Father wants from each teacher, the future to be seen through your features.
134Nimitt teachers kō bāpdādā kah rahē haĩ lēkin āp bhī sāthī hō nā !
150BapDada is speaking to the instrument teachers, but all of you are companions too, are you not?
135Bāpdādā nē 75 varṣh pahlē chhōṭē-chhōṭē bachchō̃ kō boarding mē̃ yahī śhikṣhā dī|the , khuśhnumā aur khuśhkismat , har ēk kā chēhrā aisē hō .
15175 years ago in the boarding school, BapDada had given these teachings to the little children-happy and fortunate. 152Each one's face should be like that.
136Tō abhī bhī bāpdādā yahī chāhtā hai har ēk bachchā śhakla sē dikhāī dē ki yah khuśhnumā aur khuśhkismat vālī ātmā hai .
153Even now BapDada wants each child's face to be seen as that of a soul who has happiness and is fortunate.
137Vāṇī dvārā sēvā bahut key|kī aur achchhī key|kī uskā certificate tō hai lēkin abhī apnē chēhrē aur chalan sē sēvā mē̃ āgē baṛhō .
154You have done a lot of service through words and you have done it well and you have the certificate of that, but now, move forward in service through your face and your activity.
138Jaisē kōī garīb hōtā hai uskō lottery mil gaī tō uskā chēhrā aur chalan bōltā hai nā !
155When a poor person wins a lottery, his face and activity speaks!
139Uskā chēhrā dēkh karkē sab anubhav kartē haĩ āj iskō kuchh milā hai .
156Seeing his face, everyone feels that today he has received something special.
140Aisē hī āpkī chalan aur chēhrē sē mān jāē̃ ki inhō̃ kō kuchh viśhēṣh prāpti hai .
157In the same way, seeing your face and activity, they should believe that you have attained something special.
141Tō āj bāpdādā kyā chāhtā hai ?
158What does BapDada want today?
142Brahmā bāp samān banō .
159Become equal to Father Brahma.
143Follow father kyōṅki samay key|kī hālatē̃ tō halchal mē̃ ā bhī rahī haĩ aur ānī bhī haĩ isliē bāpdādā her|har bachchē kō yahī śhikṣhā dēnē chāhtē haĩ ki sadā khuśh rahō aur khuśhī bāṇṭō .
160Follow Father because, when one sees the condition of the time and how upheaval is coming, and it will come and this is why BapDada wants to give each child the teachings: Always remain happy and share happiness.
144Jitnī khuśhī bāṇṭē̃gē utnī khuśhī baṛhēgī .
161The more happiness you share, the more your happiness will increase.
145Āpkō khuśhnumā dēkh dūsrē bhī 5 minute kē liē tō khuśh hōvē .
162Seeing you happy, others will at least become happy for five minutes.
146Duḥkhī ātmāyē̃ agar āpkō dēkh karkē 5 minute bhī khuśh hō jāē̃ tō unhō̃ kē liē tō bahut dilpasand bāt hai .
163If unhappy souls become happy for five minutes when they see you, they would then love that very much.
147Tō āj bāpdādā viśhēṣh santuṣhṭatā key|kī śhakti har ēk bachchē kō chalan aur chēhrē sē dhāraṇ kar aur anya kō bhī karānē kā viśhēṣh dhyān khiñchvā rahē haĩ .
164Today, BapDada is specially drawing your attention so that each child imbibes the power of contentment in his face and activity and makes others imbibe it also.
148Achchhā .
165Achcha.
149Sabhī āj jō pahlī bār āyē haĩ vah uṭhō .
166All those who have come for the first time today, stand up!
150Dēkhō , āpkō dikhāī dē rahā hai .
167Look, you can see them.
151Ādhā class pahlē bārī K|kē haĩ .
168Half the classis of those who have come for the first time.
152Hāth uṭhāō .
169Raise your hands!
153Dēkhō sabhī K|kē hāth dēkhō .
170Look at all their hands!
154Āpkē nayē-nayē bhāī bahin kitnē āpkē sāthī banē haĩ .
171Your new brothers and sisters! 172Look, how many have become your companions!
155Mubārak hō , bahut-bahut mubārak hō .
173Congratulations! 174Many, many 175congratulations!
156Abhī jaisē yahā̃ tak pahuñchē hō nā !
176You have all reached here.
157Bāpdādā sē milnē tak pahuñchē hō , āgē kyā karnā hai ?
177You have all reached here to meet BapDada. 178What are you going to do next?
158Follow father brahmā bāp .
179Follow Father Brahma.
159Bāpdādā kō bhī āp bachchō̃ kō dēkh karkē khuśhī hōtī vāh !
180BapDada is also pleased to see you all.
160Bachchā ā gayā !
181Wah the children have come!
161Sārē parivār kō bhī khuśhī hōtī hai hamārē bhāī bahan ā gayē , ā gayē , ā gayē .
182The whole family is happy: Our brothers and sisters have come, they have come, they have come!
162Abhī follow brahmā bāp .
183Now,follow Father Brahma.
163Kabhī bhī kuchh bhī hōvē , kōī question hō yā kōī problem hō , problem key|kī tō duniyā hī hai . 164Tō phauran apnī teacher dvārā uskā hal karā dēnā . 165Dō din hō gayā hai , aisā hai , yah nahī̃ karnā kyōṅki bahut pīchhē āyē hō nā aur jānā tō āgē chāhtē hō nā !
184Whenever something happens, when you have a question or any problem, after all, it is a world of problems, then instantly find a solution for it from your teacher: Do not wait for two days and then say this problem is still there. 185You have come very late, haven't you? 186And, you want to go ahead, don't you?
166Pīchhē rahnā chāhtē hō ?
187Do you want to stay behind?
167Nahī̃ .
188No.
168Āgē jānē chāhtē hō tō āgē jānē key|kī yahī ēk bāt karnā , dil mē̃ kōī bhī vyarth bāt nahī̃ rakhnā .
189You want to go ahead, then to go ahead, just do this one thing: Do not keep any wasteful matter in your heart.
169Iskē liē apnā amr̥itvēlē bāp sē milnē kē bād , ēk tō amr̥itvēlā jarūr karnā aur uskē bād apnē sārē din key|kī dincharyā jismē̃ man busy rahē , kōī na kōī drill , anēk drill bāpdādā nē sunāī hai , lēkin kōī na kōī drill sāth-sāth kartē rahnā .
190For this, after meeting the Father at amrit vela, first, you have to do amrit vela, and after that, BapDada has taught you many drills, keep doing one drill or another during the busy routine of your whole day.
170Bāpdādā sabhī kē liē kahtē haĩ ki bīch-bīch mē̃ samay nikāl K|kē chāhē purānē , chāhē nayē sabhī kō ēkdam aśharīrī bannē key|kī drill jarūr karnā hai kyōṅki ānē vālē samay mē̃ second mē̃ aśharīrī bannā hī paṛēgā .
191BapDada is speaking to everyone. 192Take time out every now and again - whether you are old or new, everyone definitely has to perform the drill to become bodiless instantly because in the times to come, you will have to become bodiless in a second.
171Tō yah drill kōī kahē samay nahī̃ milā , kitnā bhī kōī busy hō , pānī key|kī pyās lagtī hai tō kyā pānī pīnē nahī̃ uṭhē̃gē .
193So, perform this drill. 194Some say that they don't have time. 195No matter how busy someone is, if you are thirsty for water then will you not get up to get some water?
172Jarūrī samajhkē uṭhē̃gē nā .
196You consider that essential and so you will get up to get water.
173Tō yah ēk minute aśharīrī bannē key|kī drill yah practice jarūr karō .
197So definitely practice this drill for a minute to become bodiless.
174Us samay practice nahī̃ kar sakē̃gē .
198At that time you will not be able to practice it.
175Kaī samajhtē haĩ nā , samay āyēgā kar lē̃gē .
199Some think that they will do it when the time comes.
176Lēkin nahī̃ . 177Yah janm-janm kā body conscious kā abhyās us samay aśharīrī bannē nahī̃ dēgā isliē abhī sē kōī bhī samay nikāl sārē din mē̃ samay prati samay jō bhī samay niśhchit karō ēk second mē̃ aśharīrī ātmā hū̃ , ātmā svarūp mē̃ sthit hō jāē .
200However, no; this practice of body consciousness for birth after birth will not allow you to become bodiless at that time. 201Therefore, take some time out from now on. 202Whatever time you are able to fix for this during the whole day, fix that from time to time for asecond: I am a bodiless soul. 203Become stable in the form of a soul.
178Body conscious apnē taraph khīchē̃ nahī̃ .
204Body consciousness should not pull you towards itself.
179Yah abhyās sabhī kō karnā hai . 180Chāhē purānē chāhē nayē kyōṅki bāpdādā nē kuchh samay sē yah bāt kahī hai .
205Everyone has to practice this - whether old or new because BapDada has been telling you this for some time.
181Lēkin karnā jarūrī hai .
206However, it is essential for you to do it.
182Nahī̃ tō śhrīmat kā hāth mē̃ hāth dēkarkē nahī̃ chal sakē̃gē .
207Otherwise, you will not be able to make your hand hold onto the hand of shrimat and move along.
183Āpkā vāydā hai sāth chalē̃gē , sāth rājya mē̃ āyēṅgē .
208Your promise is: We will return home together and come in the kingdom together.
184Tō yah drill sabhī kō karnā hai .
209So, everyone has to perform this drill.
185Bākī nayē jō bhī āyē haĩ , khuśh rahō ābād rahō , āgē sē āgē baṛhtē rahō . 186Achchhā .
210To all the new ones who have come, "May you be happy, prosperous and keep on moving forward." Achcha.
187Sēvā kā turn mahārāṣhṭra , āndhra aur mumbaī kā hai : achchhā .
211It is the turn of Maharashtra, Andhra and Mumbai for service (14,000 people have come.):Achcha.
188Is zone key|kī bhī saṅkhyā bahut hai .
212The numbers in this zone are also big.
189Nām hai mahārāṣhṭra . 190Tō mahā hōṅgē nā !
213The name itself is Maharashtra and so it would be great.
191Tō jaisē nām hai vaisē hī saṅkhyā bhī mahān hai .
214Just as its name, so the numbers are also big.
192Bāpdādā kā bāmbē aur dillī dōnō̃ taraph ēk bāt kā umaṅg utsāh hai .
215BapDada has seen that Bombay and Delhi have zeal and enthusiasm for one thing.
193Service tō kartē hō , vah tō kahnē key|kī bāt nahī̃ hai . 194Achchhī kar rahē haĩ , kartē rahē̃gē lēkin bāpdādā dēhlī aur bāmbē sē yahī chāhtē haĩ ki jō āpkē sambandh samparka mē̃ āyē huē viśhēṣh ātmāyē̃ jō mike bhī ban saktē haĩ aur phir vāris bhī ban saktē haĩ , aisē kōī group nikālō kyōṅki list sabhī vargō nē majority bāpdādā kō bhējī thī . 195Dēkhī hai vah list .
216You doservice, and one doesn't need to say anything about that; you are doing that well and will continue to do so. 217However, BapDada wants Delhi and Bombay to find a group out of those special souls who are in connection and relationship with you, who can become mikes and then also become heirs. 218Find such a group because the majority of all the Wings sent a list to BapDada; Baba has seen that list.
196Achchhē achchhē haĩ list mē̃ jō nām bālā kar saktē haĩ .
219On that list there are good names who can glorify Baba's name.
197Abhī unkō pratyakṣha karō .
220Now reveal them.
198Āpkē bajāē vah bhāṣhaṇ karē̃ .
221Instead of you, they should give lectures.
199Anubhav sunāyē̃ āpkā , gyān kyā hai , hamnē jīvan mē̃ kyā antar kiyā hai , vah varṇan karē̃ .
222They should share their experience of what your knowledge is. 223They should speak about the difference it has made in their lives.
200Jab function hōtā hai , abhī bhī tō apnā anubhav kaī achchhē-achchhē sunātē bhī haĩ lēkin vah tō function mē̃ sunāyā , lēkin lagātār jīvan kā anubhav karē̃ .
224Whenever you have a function, some people relate very good experiences, but that is sharing them at functions. 225However, they should experience this constantly in their lives.
201Yah attention dēgē tō nikalnē vālē haĩ kyōṅki bāpdādā nē list jō dēkhī sabhī key|kī usmē̃ aisē yōgya haĩ lēkin thōṛā purūṣhārth karkē unhō̃ kō āgē baṛhāō .
226If you pay attention to this, they will emerge because there are such worthy souls in the list that BapDada saw, but you do have to make some effort and make them move forward.
202Har ēk varg kō vāstav mē̃ yah list pratyakṣha rūp mē̃ parivār aur bāp K|kē sāmnē lānī chāhiē .
227In fact, every Wing should bring this list of people in front of the family and the Father.
203Kārya kiyā hai vargō nē .
228The Wings have done this work.
204Bāpdādā nē dēkhā kārya kiyā hai lēkin bahut samay sē kar rahē haĩ abhī kōī navīntā lāō .
229BapDada has seen that you have done this work, but you have been doing this for a long time; so now bring some newness.
205Navīntā yah hai vāris banāō .
230The newness is that you create heirs.
206Kam sē kam jō samparka vālē haĩ vah sambandh mē̃ āvē , sambandh kē bād sēvā mē̃ lagē .
231At the very least, those who are in connection with you should come into relationship, and, after coming into relationship, they should become engaged in service.
207Sambandh yah nahī̃ , ānē jānē kā sambandh nahī̃ lēkin bāp aur parivār K|kē sāthī ban jāē̃ .
232Not a relationship of just coming and going, but they should become companions of the Father and the family.
208Yah bhī hōnā hai , abhī bāpdādā nē dēkhā ki brāhmaṇ milkē kōī bhī ēk saṅkalp karē̃ tō huā hī paṛā hai lēkin sabkā ēk hī saṅkalp hō tō kyōṅki abhī vāyumaṇḍal badal gayā hai .
233This also has to happen. 234BapDada has seen that if Brahmins have one thought together, then it is already accomplished. 235However, everyone should have the same thought because the atmosphere has now changed.
209Jab sē āpnē yah 75 varṣh kā manāyā hai tab sē lōgō̃ kō samajh mē̃ āyā hai ki yah kuchh kar rahē haĩ aur jō kahtē haĩ vah achchhā kahtē haĩ , kar saktē haĩ .
236Since you have been celebrating the 75th Platinum Jubilee, people have begun to understand that you are saying and doing very good things.
210Abhī itnē tak change āī hai isliē abhī āp bhī change dēkh karkē aur thōṛī mēhnat karē̃gē tō āpkā parivār kitnā baṛh jāyēgā .
237That much change has now taken place and this is why if you make a little more effort, then your family will increase so much on seeing that change.
211Tō bāpdādā aisō̃ kā kahā̃ bhī saṅgaṭhan karānā chāhtē haĩ .
238BapDada wants you to have a gathering of such souls somewhere.
212Madhuban mē̃ milnē ātē haĩ vah bāt alag hai lēkin parivār K|kē bankē āvē kyōṅki service mē̃ kōī na kōī navīntā tō chāhiē nā !
239When they come to Madhuban to meet Baba, that is a different matter, but they should now come as part of the family and this will bring newness in service.
213Achchhā .
240Achcha.
214Bāpdādā khuśh hai kyōṅki yah uṭhē haĩ nā tō bāpdādā dēkh karkē khuśh hai . 215Bākī bāpdādā key|kī ēk āśhā rah gaī hai aur bhī .
241BapDada is pleased because you have all stood up. 242Seeing you all, BapDada is pleased, but, BapDada still has one more desire that still has to be fulfilled.
216Zone vālō̃ kē prati .
243It is for the zones.
217Vah kaun see|sī|C hai ?
244What is it?
218Her|har centre yah khuśhkhabarī likhē ki hamārā centre nirvighna hai . 219Milansār hai .
245Every centre should give the good news that their centre is obstacle free, that it is harmonious.
220Sab bābā K|kē bachchē accurate , jō kāryakram banā huā hai us taraph busy haĩ . 221Nirvighna haĩ . 222Yah abhī kisī zone kā nahī̃ āyā hai .
246The news that all of Baba's children are accurate, busily engaged in service and obstacle-free has not come from any zone.
223Tō mahārāṣhṭra tō mahān kārya karē̃gē nā !
247So, Maharashtra will carry out a great task, will you not?
224Kisī bhī zone nē abhī yah khuśhkhabarī nahī̃ bhējī hai .
248None of the zones has as yet sent this good news.
225Bannā hai , bannā tō āpkō hī hai aur kaun banē̃gē !
249You have to become that. 250It is you who have to become that, who else is going to become that?
226Āpkī tapasyā cum|kam nahī̃ hai .
251Your tapasya is no less.
227Chāhē teacher hai , chāhē student haĩ duniyā K|kē hisāb sē har ēk mahān ātmāyē̃ haĩ .
252Whether it is the teachers or the students, in terms of the people of the world, each one of you is a great soul.
228Abhī-abhī dēkhnā āpkō yah nirvighna kā thōṛā sā karō tō sabhī āpkō jaisē āpkē jaṛ chitra mē̃ śhubh bhāvnā sē dēkhtē haĩ , aisē āpkō chaitanya rūp mē̃ dēviyō̃ K|kē rūp mē̃ , dēvtāō̃ K|kē rūp mē̃ dēkhē̃gē .
253Now just see - become a little free from obstacles and everyone will see you in the same way they see your non-living images - with pure feelings and in the form of living goddesses and deities.
229Bākī sēvā sabhī nē achchhī kī hai .
254Everyone has done very good service.
230Uskī bāpdādā mubārak dē rahē haĩ .
255BapDada is congratulating you for that.
231Yah nizār uṭhō . 232 ( bāpdādā nē nizār bhāī kō uṭhāyā )
256Nizar, stand up!(BapDada asked Nizarbhai, who organizes the Future of Power programme, to stand up.)
233Bāpdādā nē samāchār sunā tō jō āpkī rūprēkhā banī huī hai , aisē hī achchhā hai aur āgē bhī achchhā bantā jāyēgā isliē āgē baṛhtē chalō .
257BapDada heard the news about the plans you have made. 258They are good. 259Good plans will continue to be made in the future too and therefore, continue to move ahead.
234Bāpdādā nē samāchār sunē haĩ .
260BapDada heard the news.
235I|āī|eye . T . group : chitra aur board bhī achchhā banātē haĩ .
261IT Group:You make good images and boards.
236Bāpdādā nē pahlē bhī sunā diyā hai , bāpdādā nē dēkhā har ēk varg kuchh na kuchh navīntā bhī kar rahē haĩ aur abhī her|har varg mē̃ āvāj bhī bāhar phailā hai , jaisē ḍākṭarō̃ key|kī service mē̃ , medical mē̃ abhī heart K|kē ilāj kā official ḍālā hai , tō yah jō official book mē̃ ḍālā hai yah bāpdādā nē dēkhā , tō vah advertise kē liē achchhā hai .
262BapDada has said earlier too: BapDada has seen that each zone is doing something new, and, in each Wing, the sound has spread outside too. 263For example, in the service of doctors, in the Medical Wing, an official book for the heart cure has been created that is good for advertising.
237Aisē hī aur bhī zone vālō̃ nē achchhē achchhē nimitt banē huē jō āvāj phailā saktē haĩ unsē connection rakhā hai aur uskī result bhī hai .
264In the same way, there are good instruments in other zones too, who can spread the sound. 265You have to keep a connection with them, and then there will be results from that too.
238Tō bāpdādā her|har varg vālō̃ kō yahī kahtē haĩ tō jaisē abhī āgē baṛhē hō aisē aur bhī āgē baṛhtē jāyēṅgē tō sabkī nazar āpkē ūpar jāyēgī . 239Dhīrē-dhīrē viśhva mē̃ prasiddh hōtē jāyēṅgē isliē bāpdādā is varg kō bhī mubārak dē rahē haĩ .
266BapDada is telling those of all Wings: Just as you have moved forward, if you continue to move forward even more, then everyone's vision will fall on you and gradually, you will become known in the world. 267This is why BapDada is congratulating this Wing too.
240Sabhī purūṣhārth achchhā kar rahē haĩ aur purūṣhārth kē sāth bāpdādā āp sabkē sāth hai .
268All of you are making good effort and together with your effort, BapDada is also with you.
241Achchhā .
269Achcha.
242Double vidēśhī bhāī bahinē̃ : double vidēśhī , double sē double hōtē jātē haĩ .
270Double foreign brothers and sisters (400 double foreigners have come.):Double foreigners are becoming double.
243Bāpdādā nē dēkhā ki sva kē ūpar , svamān kē ūpar aur apnē vr̥itti kē ūpar attention achchhā dē bhī rahē haĩ aur dilā bhī rahē haĩ .
271BapDada has seen that you are paying good attention to yourself, to your self-respect and to your attitude and you are also drawing the attention of others.
244Yagya snēhī kā part bhī , yagya sahyōgī kā part bhī achchhā bajā rahē haĩ isliē bāpdādā double vidēśhiyō̃ kō anēk bār key|kī mubārak dē rahē haĩ .
272You are playing your parts of being loving to the yagya and co-operative with the yagya very well and this is why BapDada is congratulating the double foreigners many times.
245Bāpdādā āp lōgō̃ key|kī kahāniyā̃ suntē rahtē haĩ .
273BapDada continues to hear the stories of all of you.
246Sirph snēhī nahī̃ haĩ lēkin snēhī kē sāth sahyōgī , her|har kārya mē̃ bantē haĩ aur apnā bhaviṣhya jamā karnē mē̃ hōśhiyār haĩ isliē dēkhō kitnē dēśhō̃ K|kē ā gayē haĩ .
274You are not just loving, but, together with being loving, you are also co-operative in every task and you are also clever in accumulating for your future. 275This is why all of you have come here from so many countries.
247Bāpdādā yah saṅgaṭhan dēkh snēhī sahyōgī her|har kārya mē̃ hāth baṛhānē vālā group dēkh karkē khuśh hō rahē haĩ .
276Seeing this gathering of those who are loving and co-operative and who extend their hands for every task, BapDada is pleased.
248Khuśh hai , āp bhī khuśh bāp bhī khuśh aur parivār bhī khuśh .
277He is happy. 278You are happy, the Father is happy and the family is happy.
249Madhuban vālē tō kahtē hī haĩ ki double vidēśhī madhuban kā śhrr̥iṅgār haĩ aur bāp kā viśhva kalyāṇī nām vidēśh nē siddh kiyā hai isliē sabhī tīvr purūṣhārthī bankē rahnā .
279Those from Madhuban say that the double foreigners are the decoration of Madhuban, and it is the foreign lands that have proved the Father's title of being the World Benefactor. 280This is why all of you have to remain intense effort-makers.
250Purūṣhārthī nahī̃ tīvr purūṣhārthī kyōṅki abhī samay hai , sabhī kē liē tīvr purūṣhārthī bannē kā .
281Not just effort-makers, but intense effort-makers, because it is now the time for everyone to become an intense effort-maker.
251Purūṣhārth kā samay abhī gayā , abhī tīvr purūṣhārth kā samay hai .
282The time for making effort has gone. 283It is now the time for making intense effort.
252Tō kabhī bhī sādhāraṇ purūṣhārthī nahī̃ bannā .
284So, never become an ordinary effort-maker.
253Sadā check karnā , tīvratā hai ?
285Constantly check whether there is that intensity.
254Sādhāraṇ tō nahī̃ hō gayā !
286You have not become ordinary, have you?
255Vaisē abhī samay bhī sūchnā dē rahā hai - tīvr purūṣhārthī bannē kā .
287In any case, even time is now giving you notices of becoming an intense effort-maker.
256Tō bāpdādā khuśh hai , parivār bhī khuśh hai aur sabkō mubārak dē rahē haĩ .
288BapDada is pleased, the family is pleased and Baba is congratulating everyone.
257Khuśhī hai bāp kō .
289The Father is pleased.
258Kitnē dēśhō̃ sē dēkhō ikaṭhṭhē huē haĩ .
290Look how many countries you have come from!
259Achchhā .
291Achcha.
260Chārō̃ ōr K|kē dūr baiṭhē dil mē̃ samānē vālē bachchō̃ kō bāpdādā bhī dēkh rahē haĩ .
292BapDada is seeing all the children everywhere who are sitting far away and merging everything in their hearts.
261Sabhī K|kē pyār key|kī khuśhbū madhuban mē̃ pahuñch rahī hai .
293The fragrance of everyone's love is reaching Madhuban.
262Tō sabhī abhī tīvragati sē chalnā hai , tīvr purūṣhārth karnā hai , tīvratā duniyā K|kē lōgō̃ mē̃ sukh key|kī lānī hai .
294So, now, everyone has to move along at a fast speed. 295You have to make intense effort. 296You have to give happiness to people in the world at a fast speed.
263Duḥkhī kō sukhī karnā hai .
297You have to make unhappy ones happy.
264Yah sukhī karnē kā sandēśh dē karkē sabhī kō sukhī banānā hai , is sēvā mē̃ tīvratā hai bhī aur lānī bhī hai .
298By giving everyone the message to make them happy, make everyone happy. 299There is intensity in this service and you also have to bring about more intensity.
265Achchhā .
300Achcha.
266Sabkō dil kā bahut-bahut yādpyār svīkār hō .
301Everyone, accept lots of love and remembrance from the heart!
267Mōhinī bahan sē : aisē hī emergency mē̃ tīvr purūṣhārth karnā .
302To Mohiniben(A few days back, she was in ICU.):In the same way, make intense effort in an emergency.
268Aisā tīvr purūṣhārth karō jō sab dēkh karkē chakrit hō jāē̃ vāh isnē tō kamāl kar dī .
303Make such intense effort that everyone who sees you is amazed: Wah! this one has performed wonders.
269Pahlē sē hī check karātē rahō .
304Continue to have it checked in advance.
270Chhōṛ dētī hō nā , checking bīch-bīch mē̃ karātī rahō tō kyā hai , hōnē K|kē pahlē hī davāī hō jāyēgī .
305You stopped doing this. 306Continue to have your checking done every now and again so that you can get a cure before it happens again.
271Samjhō her|har 15 din yā mās mē̃ karānā hī hai checking .
307Just consider that you have to have your checking done every fortnight or every month.
272Phir ṭhīk rahē̃gī .
308Then you will be fine.
273Bahut achchhā .
309Very good.
274Nīlū bahan sē : sahaj hai nā yātrā .
310To Neeluben(A few days back, she had a surgery.):The pilgrimage is easy, is it not?
275Muśhkil tō nahī̃ hai .
311It is not difficult.
276 ( pās|pass hō gaī ) pās|pass hī rahnā .
312(I passed.) 313Remain close (pass - close).
277 ( Gulzār dādī nē mōhinī bahan aur nīlū bahan dōnō̃ kō bahut achchhī sakāśh dī|the ) sabhī nē dī|the .
314(Gulzar Dadi gave very good sakaash to Neeluben and Mohiniben) Everyone gave it.
278Madhuban kō kōī bhūl nahī̃ saktā hai .
315No one can forget Madhuban.
279Madhuban tō sabhī K|kē rag rag mē̃ samāyā huā hai .
316Madhuban is merged in everyone's every vein.
280Achchhā .
317Achcha.
281Dādī jānkī sē : london tō jā rahī hō nā , agar tabiyat chalnē lāyak hō jāē tō jānā , nahī̃ tō nahī̃ jānā .
318To Dadi Janki: You are going to London, are you not? 319(In America they are making many preparations for me to come.) 320If your health is such that you can go, then go, otherwise, do not go.
282 ( America vālē bahut taiyārī kar rahē haĩ ) taiyāriyā̃ kyā bhī karē̃ , āp chalā saktī hō tō chalānā .
321No matter what preparations they make, if you are able to make yourself function, then do so.
283Āp apnī tabiyat kō dēkh chal saktī hō tō chalāō .
322If, seeing your health, you are able to go, then go.
284Tīnō̃ variṣhṭh bhāīyō̃ sē : bāpdādā nē āpkī meeting kā samāchār sunā .
323To the three senior brothers:BapDada heard the news about your meeting.
285Tō jō sōchā hai vah achchhā sōchā hai aur usī anusār kartē chalō .
324Whatever you have thought is good, so continue to move along according to that.
286Madad mil bhī jāyēgī .
325You will receive help.
287Thōṛā phailāyēṅgē nā tō madad dēnē vālē bhī ā jāyēṅgē .
326If you spread it a little, those who want to help will come.
288Bākī jaisē sōchā hai vaisē ṭhīk hai .
327Whatever you have thought is fine.
289 ( university kē bārē mē̃ ramēśh bhāī nē pūchhā )
328(Rameshbhai asked Baba about the plan to open aUniversity.)
290Bāpdādā samajhtē haĩ pahlē bhinn-bhinn university mē̃ sēvā karō .
329BapDada feels that you first have to serve the different universities.
291Jaisē ēk university mē̃ connection kiyā hai nā aisē aur university mē̃ pahlē sēvā karō .
330You have made a connection with one university, so in the same way, first serve other universities.
292Unhō̃ key|kī sēvā karkē sāthī banāō .
331Serve them and make them your companions.
293Abhī kitnī university rahī huī haĩ , pahlē unkī sēvā karō , pīchhē āpēhī āpkō offer karē̃gē , kahē̃gē āpkō itnā kharchā karnē key|kī jarūrat nahī̃ hai .
332So many universities are still left, serve them first. 333Then they will automatically make an offer by themselves. 334They will say: You don't need to spend so much money.
294Jaisē ēk university mē̃ kiyā hai tō ussē prasiddh tō huā hai nā . 295Aisē 10-12 university jō baṛī-baṛī haĩ uskō apnākar dēkhō .
335Just as you have done this in one university and it has become well known from there, in the same way, take up 10 to 12 such universities and see.
296Tō vahī āpkō university banākar dēgē , āpkō kharchā karnē key|kī jarūrat nahī̃ hai .
336They themselves will make a university and give it to you. 337You won't need to incur any expenses.
297Bāpdādā khuśh hai aisē miltē rahō aur final kartē rahō .
338BapDada is pleased. 339Continue to meet in this way and finalise everything.
298 ( caṇḍīgaṛh mē̃ platinum jubilee kā kāryakram bahut achchhā huā , purī mē̃ hōnē vālā hai ) sabhī jagah mē̃ apnē apnē vidhi pramāṇ khuśhī sē aur khulī dil sē kiyā hai .
340(The Platinum Jubilee programme in Chandigadh took place very well. 341Another programme is going to take place in Puri.)In all places, you have done programmes according to your own methods with happiness and a big heart.
299Sab taraph key|kī result achchhī hai .
342The result of every place is good.
300Bhrātā rāmnārāyaṇ mīṇā , upādhyakṣha - rājasthān vidhānsabhā
343Brother Ram Narayan Mina - Deputy Speaker of Rajasthan Assembly:
301Abhī brāhmaṇ kul mē̃ viśhēṣh part bajāō .
344Now play a special part in the Brahmin family.
302 ( āpkē bachchē haĩ ) sabsē achchhā bachchē bālak sō mālik hō .
345(I am Your child.) 346The best children are the children who are the masters.
303Bālak sadā mālik hōtā hai .
347Children are always masters.
304Amr̥itvēlē uṭhkē jitnē bajē bhī uṭh sakō tō amr̥itvēlē bāp kō yād karkē rōz bāp sē āśhīrvād lō|low .
348Wake up at amrit vela every day at whatever time you can, and remember the Father and take blessings from Him every day.
305Bāp sē āśhīrvād milēgī jissē khuśh bhī rahē̃gē , nirvighna bhī rahē̃gē .
349You will receive blessings from the Father with which you will remain happy and free from obstacles.
306Sab ṭhīk hō jāyēṅgē .
350Everything will be fine.
307Āpmē̃ śhakti bharēgī tō unhō̃ mē̃ bhī śhakti bharēgī .
351You will be filled with power and so they will also be filled with power.
308Hō jāyēgā sirph yah thōṛā uṭhkē bāp kō yād karkē śhakti lētē rahō .
352It will happen. 353Simply wake up and remember the Father and continue to take power from Him.
309Mērā bābā kahnā aur śhakti lēnā .
354Say "My Baba" and take power.
310Madhuban dēkhā , parivār dēkhā achchhā lagtā hai nā .
355You saw Madhuban and you saw the family.
311Abhī isī parivār mē̃ jitnā najdīk āyēṅgē nā utnā lābh miltā jāyēgā .
356You liked it, did you not? 357Now, the closer you come to this family, the more you will benefit.
312Surēś ōbērāy : jaisē service uṭhāī hai nā vaisē kartē chalō .
358To Br. 359Suresh Oberoi (who interviews Sr. 360Shivani on TV):Continue with the service you have taken up.
313Śivānī bahan sē : vardānī hai .
361To Sr. 362Shivani:You are blessed.
314Bāp sē vardān achchhā milā hai .
363You have received very good blessings from the Father.
364 * O M S H A N T I *