शुक्रवार 30 नवंबर 2012 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> > 30-11-12 ōm śāntiavyakta bāpadādāmadhuban
0> > 30-11-12 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
1" santuṣṭamaṇiyō̃ kā bhāgya , dil kā gīt pānā thā sō pā liyā "
1THE FORTUNE OF THE JEWELS OF CONTENTMENT, AND THE SONG OF THE HEART:
2Āj bachchō̃ K|kē yād aur pyār nē bāpdādā kō is sākārī duniyā mē̃ apnī ākarṣhaṇ sē bulā liyā .
2I HAVE ATTAINED THAT WHICH I WANTED TO ATTAIN. 3Today, the children's love and remembrance have called BapDada into this corporeal world with their attraction.
3Bāpdādā bhī bachchō̃ kō sākārī duniyā mē̃ sākār rūp mē̃ dēkh rahē haĩ .
4BapDada too is seeing the children in their corporeal forms in the corporeal world.
4Chārō̃ ōr K|kē bachchē bhī bāp kō dēkh rahē haĩ aur bāp bhī sākār svarūp mē̃ dēkh rahē haĩ .
5Children everywhere are seeing also the Father and the Father is seeing the children in their physical forms.
5Aur dil mē̃ chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ prati vāh !
6In His heart, He is pleased on seeing the children from everywhere, Wah children!
6Bachchē , kalp-kalp K|kē pātr bachchō̃ kō dēkh khuśh hō rahē haĩ .
7He is pleased to see the worthy children of cycle after cycle.
7Har ēk bachchē K|kē bhāgya aur prāpti kō dēkh milan manā rahē haĩ .
8He is celebrating a meeting seeing the fortune and attainment of every child.
8Dil hī dil mē̃ her|har bachchē K|kē bhāgya kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ .
9And in His heart, He is pleased to see the fortune of every child.
9Her|har bachchē K|kē chēhrē mē̃ chamaktā huā bhāgya dikhāī dē rahā hai .
10The sparkling fortune is visible on the face of each child.
10Mastak mē̃ light key|kī prāpti chamak rahī hai .
11Thelightof attainment is sparkling on the foreheads.
11Hāthō̃ mē̃ gyān kā bhaṇḍār dikhāī dē rahā hai . 12Dil mē̃ dilārām dikhāī dē rahā hai .
12The treasure of knowledge is visible in the hands and the Comforter of Hearts is visible in the hearts.
13Pāṅw mē̃ kadam mē̃ padam dikhāī dē rahā hai .
13In the feet, multimillions are visible in every step.
14Aisā bhāgya dēkh har ēk kā chēhrā chamak sē chamak rahā hai .
14Each one's face is sparkling and shining with such fortune.
15Sabhī chārō̃ ōr K|kē bachchē santuṣhṭ svarūp dikhāī dē rahē haĩ .
15The form of all the children everywhere is visible as content.
16Aisē chēhrē chamaktē huē dēkh anya ātmāyē̃ bhī sōchtī haĩ inhō̃ kō kyā milā hai .
16All the rest of the souls who see such sparkling faces wonder what you have received, and what would you reply?
17Tō āp kyā javāb dēgē ? 18Jō pānā thā vō pā liyā .
17I have attained that which I wanted to attain.
19Sab santuṣhṭ maṇiyō̃ K|kē rūp mē̃ chamak rahē haĩ .
18All are sparkling in the form of jewels of contentment.
20Aisī apnī mūrt kō āp bhī dēkh rahē hō nā !
19You are seeing your image in this way too, are you not?
21Bāpdādā bhī aisī santuṣhṭamaṇi ātmāō̃ kō dēkh kyā gīt gātē haĩ .
20What song does BapDada sing on seeing such souls who are jewels of contentment?
22Vāh mērē santuṣhṭ ātmāyē̃ vāh !
21Wah My contented souls! 22Wah!
23Tō āj sirph bachchō̃ kā dil kā ulhanā pūrṇ karnē kē liē āyē haĩ .
23So, today, Baba has come simply to finish the complaint in the children's hearts.
24Āp sabhī kā bhī ulhanā tō pūrā huā nā .
24The complaint of all of you has finished, has it not?
25Āgē jaisē drama nimitt banāyēgā aisē miltē rahē̃gē .
25In the future, we will continue to meet as the drama makes it (us) instrumental.
26Āj itnā hī drama mē̃ milan hai .
26Today, there is just this much, this meeting, in the drama.
27Sabhī bachchō̃ nē bahut achchhī rath key|kī sēvā kī hai .
27All the children have looked after the chariot very well.
28Bāpdādā sabhī sēvā kē nimitt ātmāō̃ kō viśhēṣh mubārak dē rahē haĩ .
28BapDada is giving all the souls who are instruments for that service special congratulations.
29Abhī sirph bachchō̃ kā milnē kā ulhanā pūrā karnē āyē haĩ .
29Now, Baba has come simply to finish the children's complaint about wanting to meet Baba.
30Tō sabhī ṭhīk haĩ .
30So, are all of you OK?
31Ṭhīk haĩ sabhī hāth uṭhāō .
31Are all of you OK? 32Raise your hands!
32Rath key|kī bhī sēvā karnē vālō̃ kō dil key|kī mubārak hai .
33Congratulations from the heart to those who served the chariot.
33Chāhē kahā̃ bhī rath kō rahnā paṛā lēkin bāpdādā nē dēkhā gujarāt bhī cum|kam nahī̃ hai .
34Wherever the chariot had to stay, BapDada saw that Gujarat is no less.
34Kahā̃ haĩ gujarāt K|kē ?
35Where are those from Gujarat?
35Tō bāpdādā aur sāth mē̃ hamārē nimitt banē huē pāṇḍav nirvair bachchē nē bhī bahut sāth diyā .
36BapDada and along with that, the instrument Pandav Nirwair child, also gave a lot of support.
36Āō .
37Come!
37 ( saralā dīdī kō ) bahut achchhā kiyā .
38Speaking to Sarla Didi:You did very well.
38Sabhī dādiyō̃ kō nimitt ban sambhālnē kē liē āpkō aur āpkē sāthiyō̃ kō bahut-bahut mubārak hō .
39Many, many congratulations to you and your companions for being instruments to look after all the Dadis.
39 ( dādī jānkī kē liē ) achchhā sunā , sab ṭhīk hō hī jānā hai .
40(For Dadi Janki): You heard very well. 41Everything will definitely be fine.
40Dādī jānkī sē : sabhī nē mil K|kē achchhā part bajāyā hai .
42To Dadi Janki:All of you together played a good part.
41Dādī key|kī āvāj bhī ā rahī hai .
43Dadi's voice is also coming.
42Āj sirph milnē kē liē hī āyē haĩ .
44Today Baba has come just to meet.
43Abhī ātē rahē̃gē aur miltē rahē̃gē .
45Now Baba will continue to come and meet.
44Achchhā .
46Achcha.
45Tīnō̃ baṛē bhāīyō̃ sē : abhī bāpdādā kamāl dēkhnē chāhtē haĩ , kaun see|sī|C kamāl dēkhnē chāhtē haĩ ?
47To the three senior brothers:BapDada now wants to see wonders. 48What wonder does He want to see?
46Parivār key|kī āp tīnō̃ mē̃ bahut ummīdē̃ haĩ .
49The family has many hopes in all three of you.
47Ab bāpdādā bhī samajhtē haĩ ēk vichār kar alag-alag vichār tō hōtā hī hai lēkin vichār kō milānā , vah apnē hāth mē̃ hōtā hai .
50Now, BapDada understands that there are different ideas, but to unite those ideas is in your own hands.
48Tō bāpdādā bhī āp nimitt banē huē pāṇḍavō̃ mē̃ yah kamāl dēkhnē chāhtē haĩ , vichār bhinn-bhinn hōtē haĩ lēkin milānā bhī hōtā hai . 49Tō abhī tīnō̃ yahī kamāl dikhānā tīn nahī̃ lēkin tīnō̃ ēk haĩ , bākī tō sab achchhē haĩ , nimitt hōkē chalā rahē haĩ .
51BapDada wants to see this wonder in you instrument Pandavas, that, though there are different ideas, they also have to be united. 52So, now, all three of you should show this wonder; that you are not three, but all three of you are one. 53Everything else is fine and you are looking after everything as instruments.
50Achchhā .
54Achcha.
51Dēśh vidēśh K|kē bhāī bahinō̃ kō bahut-bahut mubārak hō , jō dōnō̃ hī nimitt dādiyō̃ key|kī sambhāl bahut achchhī kī hai , uskī viśhēṣh mubārak hai .
55Many, many congratulations to the brothers and sisters from this land and abroad, for taking care of both instrument Dadis very well. 56Special congratulations for that.
52Aur sabhī taraph K|kē bhāī bahinō̃ kō viśhēṣh dil key|kī yād pyār dē rahē haĩ aur sadā dil mē̃ samāyē huē haĩ isliē sadā yād mē̃ rahnā aur ēk dō kō yād dilātē rahnā .
57Baba is giving special love and remembrance from the heart to the brothers and sisters from everywhere. 58You are constantly merged in the heart; therefore, constantly stay in remembrance and continue to inspire one another to have remembrance.
53Achchhā .
59Achcha.
54Āj tō sirph jō sabhī kō saṅkalp thā , milnā hai , milnā hai , milnā hai . 55Vah śharīr K|kē hisāb sē pūrā huā .
60Today, the thought that everyone had was: We want to meet, we want to meet, we want to meet, that has been fulfilled in terms of the body.
56Ab āgē jō drama mē̃ hōgā miltē rahē̃gē .
61Now, whatever is in the drama for the future, we will continue to meet.
57Bāpdādā bachchō̃ sē kabhī bhī dūr nahī̃ rah saktē .
62BapDada can never stay away from the children.
58Jaisē bachchē bāp sē dūr nahī̃ rah saktē tō bāp bhī bachchō̃ sē dūr nahī̃ rah saktā .
63Just as the children cannot remain far from the Father, the Father also cannot stay far from the children.
59Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō dēkh khuśh hai , mubārak bhī dētē haĩ ki abhī har ēk samajhē ki maĩ is bēhad K|kē kārya kē liē sirph svayã kē liē nahī̃ , svayã kē sāth sēvā K|kē bhī nimitt hū̃ .
64BapDada is pleased to see all the children. 65Baba is alsocongratulating you because each of you should now consider yourself to be an instrument for the unlimited task, not just for the self. 66Along with the self, you are also instruments for service. 67Now show such wonders.
60Ab aisī kamāl dikhāō , duniyā mē̃ halchal aur halchal kō achal banānē vālē nimitt āp hō .
68There may be upheaval in the world, but you are instruments to transform upheaval into stability where there is upheaval.
61Vah apnā kārya nahī̃ chhōṛtē tō āp bhī apnē kō nimitt samajh vah halchal āp achal , dōnō̃ sāth-sāth part bajāō .
69They do not leave their work, so you too should consider yourselves to be instruments. 70They create upheaval and you remain unshakeable: both of you have to play their parts together.
62Achchhā .
71Achcha.
63Āj sirph milnē āyē thē .
72Today, Baba has just come to meet you.
64Mahārāṣhṭra , mumbaī , ā̃dhrapradēś K|kē bhāī bahinō̃ key|kī sēvā kā turn hai : sabhī hāth hilā rahē haĩ .
73It is the turn of brothers and sisters from Maharashtra, Mumbai, and Andhra Pradesh to serve: All of you are waving their hands.
65Har ēk zone kō nimitt bannē kā part miltā hai .
74Each zone has a part to become an instrument.
66Aur bāpdādā nē dēkhā ki har ēk nē part bajāyā bhī hai aur bajāyēṅgē bhī .
75BapDada has seen that each and every one have played their parts and will continue to do so.
67Chār wings , education , dhārmik , sāĩs-iñjīniyar , cultural aur CAD group bhī āyā hai .
76Four Wings: the Education, Religious, Scientist and Engineering and Cultural and CAD groups has also come.
68Jō bhī wings vālē haĩ , vah har ēk wing ēk dō sē āgē haĩ aur attention dē kārya kō āgē baṛhā bhī rahē haĩ , uskī mubārak hō , mubārak hō .
77Whichever Wings have come, each wing is ahead of the others in paying attention and making the task move ahead. 78Congratulations for that. 79Congratulations.
69Chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō apnā-apnā kārya karnē key|kī mubārak bhī hō aur āgē kē liē har ēk wing yā har ēk zone āgē sē āgē baṛhtē rahē̃gē , yah bāpdādā key|kī mubārak hai .
80Congratulations to all the children everywhere for carrying out their respective tasks and, in the future too, each Wing or each zone will continue to move still ahead of all. 81These are the congratulations from BapDada.
70Double vidēśhī jō bhī āyē haĩ , vah khaṛē hō jāō .
82All the double foreigners who have come, stand up!
71Bāpdādā abhī double vidēśhī nahī̃ kahtē double puruṣhārthī . 72Kyōṅki double puruṣhārthī abhī bhī chārō̃ ōr baṛh rahē haĩ , chhōṭē chhōṭē sthānō̃ mē̃ bhī attention dē rahē haĩ isliē sēvā key|kī bhī mubārak hai aur double puruṣhārth key|kī bhī mubārak hai .
83BapDada now does not say double foreigners, but double effort-makers because, even now, the double effort-makers are increasing everywhere. 84You are paying attention even in the small places. 85Therefore, congratulations for service and also congratulations for double effort.
73Abhī double vidēśhī nahī̃ kahō double tīvr puruṣhārthī kahō .
86Now, do not say double foreigners, but say double intense effort-makers.
74Ṭhīk hai .
87Is that OK?
75Double puruṣhārthī , double mānā tīvr puruṣhārthī .
88Double effort-makers. 89Double means intense effort-makers.
76Tō bāpdādā kō yād hai ki double puruṣhārthī kahā̃-kahā̃ sē āyē haĩ , lēkin sab sē dūr kaun hai ?
90BapDada remembers where double effort-makers have come from, but who is the farthest of all?
77Sabsē dūr kaun hai ?
91Who is the farthest away?
78America vālē .
92Those from America.
79Vah bhī is duniyā K|kē haĩ . 80Lēkin bāpdādā kahā̃ sē āyē haĩ ?
93They also come from this world, but where has BapDada come from?
81Bachchō̃ nē kahā aur bāp hājir .
94The children called and the Father became present.
82Chāhē śharīr kā kuchh bhī hō lēkin bachchē , bachchē haĩ . 83Bāp sadā jī hājir hō jātē haĩ .
95No matter what happens to the body, children are children; the Father always becomes present.
84Achchhā , chārō̃ ōr K|kē bahut-bahut apnā achchhā part bajānē vālē aisē bāp nē kahā , bachchō̃ nē kiyā , aisē bachchē sadā bāp K|kē dil mē̃ rahtē haĩ .
96Achcha. 97All the children everywhere played their parts very well. 98The Father said something and the children did it. 99Such children always remain in the Father's heart.
85Tō chārō̃ ōr K|kē aisē bachchō̃ kō padam guṇā yādpyār .
100So, multimillion-fold love and remembrance to such children everywhere.
86Achchhā .
101Achcha.
87 ( jānkī dādī kō sir mē̃ chōṭ lagī hai ) yah tō hōtā rahtā hai , iskī kōī bāt nahī̃ hai .
102To Dadi Janki:(Dadi Janki had hurt herself on the head.) 103This continues to happen. 104It doesn't matter.
88Aur hī sundar hō gaī hō .
105In fact, you have become even more beautiful.
89 ( dādī jānkī sir ḍhakē huē hai ) dādī dādī kahtī hō nā , tō dādī kā rūp bhī tō dēkhō .
106(Dadi Janki had her head covered.) 107You say "˜Dadi, Dadi', do you not? 108So you should see yourself in the form of Dadi too.
90Yah ṭhīk hai ?
109Are you OK?
91 ( hansā|haṅsā bahan , pravīṇā bahan sē ) thaktī tō nahī̃ hō .
110(To Hansaben and Pravinaben) You don't get tired, do you?
92Achchhā hai .
111It is good.
93 ( hansā|haṅsā bahan sē ) sēvā achchhī kar rahī hō .
112(To Hansaben) You are doing good service.
94Sēvā jō bhī kartē haĩ nā āp lōgō̃ kō dēkh K|kē unhō̃ kō bhī umaṅg ātā hai isīliē unhō̃ key|kī mubārak miltī rahtī hai , jō nimitt bantē haĩ .
113Whoever does service, seeing you (Dadis), they also get enthusiasm. 114Therefore, all of those who become instruments continue to receive congratulations.
95Doctors kō bhī yād bhējnā .
115Send remembrance to the doctors too.
96 ( aisē dōnō̃ dādiyō̃ kē sāth hī kyō̃ huā ) yah uttar drama dēgā .
116(Neeluben: Why did this have to happen to both Dadis?) 117The drama would give the reply to this.
97Drama .
118Drama!
98Abhī iskē āgē tō kōī nahī̃ bōl saktā .
119No one can say anything in front of this.
99Drama , drama hī hai .
120Drama is drama!
100 ( nīlū bahan ulhanā dē rahī haĩ ) jō bōlnā hō , bōlō .
121Whatever you want to say, you can say. 122Achcha.
101Achchhā , sab bindu rūp mē̃ sthit hō jāō .
123Everyone, become stable in the point form!
102Ōm śhānti .
124* * * * O M S H A N T I * * * *