शनिवार 15 दिसंबर 2012 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> > 15-12-12 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 15-12-12 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
1" mērē kō tērē mē̃ parivartan kar double tājdhārī bēphikr bādśhāh banō "
1TRANSFORM "MINE" INTO "YOURS" AND BECOME A DOUBLE CROWNED CAREFREE EMPEROR.
2Āj sārī sabhā bēphikr bādśhāhō̃ key|kī dikhāī dē rahī hai kyōṅki phikar bāp kō dēkē phakhur lē liyā hai .
2Today, the whole gathering is visible as that of carefree emperors because you have given all worries to the Father and have taken spiritual intoxication.
3Āp sab bhī savērē sē lēkar rāt tak bēphikr bādśhāh hō kyōṅki svarājya milā huā hai .
3From morning till night, all of you are carefree emperors because you have received self-sovereignty.
4Tō check kartē hō kyōṅki bēphikr bādśhāh key|kī niśhānī hai unkā mastak light sē chamaktā hai aur bēphikr bādśhāh hō tō double tājdhārī hō .
4So, youcheckyourselves because the sign of a carefree emperor is that his forehead sparkles with light and, as carefree emperors, you aredoublecrowned.
5Double tājdhārī hī bēphikr bādśhāh hai .
5Only those who aredoublecrowned are carefree emperors.
6Tō āp sabhī apnē kō bēphikr aur bādśhāh anubhav kar rahē haĩ ?
6So, do all of you experience yourselves to be carefree and emperors?
7Agar double tāj nahī̃ arthāt bēphikr nahī̃ tō māthē par kyā ātā hai ?
7If you do not have adoublecrown, that is, if you are not carefree, then what have you placed on your head?
8Kichṛē kā ṭōkrā .
8A basket of rubbish!
9Tō kyā achchhā lagtā hai ?
9So, what do you prefer?
10Tō bāpdādā āj her|har bachchē kō double tājdhārī bēphikr bādśhāh dēkh khuśh hōtē haĩ .
10So, today, BapDada is pleased to see every child as adoublecrowned carefree emperor.
11Tō āp sabhī bāpdādā K|kē sāthī apnē kō aisē anubhav kartē hō ki kabhī kartē hō kabhī nahī̃ ?
11So, all of you who are BapDada's companions, do all of you experience yourselves to be like that?
12Yah double tāj sārē kalp mē̃ sirph āp bachchō̃ kō prāpt hōtā hai .
12Or, is it that you sometimes experience it and at other times you do not?
13Rājē tō bahut bantē haĩ , dvāpar sē lēkē rājē tō bantē haĩ lēkin double tāj sirph āpkō hī miltā hai .
13In the whole cycle, only you children receive thisdoublecrown. 14Many become kings - many become kings from the copper age, but it is only you who receive thedoublecrown.
14Tō bāpdādā aisē bēphikr bādśhāh bachchō̃ sē milnē āyē haĩ .
15So, BapDada has come to meet such children who are carefree emperors.
15Phikar dē diyā nā ki thōṛā bahut rah gayā hai ?
16Have you given all your worries or does some worry still remain? 17Give your worries.
16Phikar dē dō , bāp kō phikar dēnā ātā hai nā !
18You know how to give your worries to the Father, do you not?
17Bēphikr bannē key|kī vidhi bahut sahaj hai , mērē kō tērē mē̃ badal lō .
19The method to become carefree is very easy: simply transform "mine" into "Yours".
18Kitnā sahaj hai mērā aur tērā .
20It is so easy: mine (mera) and Yours (tera).
19Tē aur mē , itnā phark hai .
21It is a difference of just one letter - t and m.
20Tō sabhī nē dē diyā hai , mērē kō tērē mē badal diyā hai ?
22So, have all of you given your worries? 23Have you transformed mine into Yours?
21Jō samajhtē haĩ ham bēphikr bādśhāh haĩ vah hāth uṭhānā .
24Those who feel that you are carefree emperors, raise your hands!
22Lambā hāth uṭhāō .
25Raise your hands high!
23Uṭhāō hāth uṭhāō , bāpdādā dēkhē̃gē .
26Yes, raise your hands! 27BapDada will see them.
24Phir kabhī tērē kō mērā tō nahī̃ kar dētē hō ?
28Then, you do not sometimes change "Yours" into "mine", do you?
25Agar abhī bhī thōṛā bahut rah gayā hō tō phikar kō dē phakhur lē lō kyōṅki din pratidin viśhva mē̃ bhay tō baṛhnē vālā hai lēkin āp sabhī bāp K|kē bachchē bēphikr bādśhāh ban aurō̃ kō bhī phikar sē dūr karē̃gē .
29If, even now, a little worry still remains, then give it away and take spiritual intoxication because, day by day, the fear in the world is going to increase. 30However, you children of the Father will become carefree emperors and remove the worries of others too.
26Iskē liē sahaj sādhan hai amr̥itvēlē sē lēkē rāt tak follow brahmā bāp kyōṅki brahmā bāp bhī sākār tan mē̃ her|har jimmēvārī hōtē bēphikr bādśhāh rahā hai .
31The easy way to do this is: From amrit vela till night,followFather Brahma because while even being in the corporeal body, Father Brahma remained a carefree emperor while fulfilling every responsibility.
27Chāhē kaī bachchō̃ nē brahmā bāp kō sākār mē̃ dēkhā nahī̃ lēkin unkē charitra , unkī practical life jaisē āp sākār mē̃ hō vaisē hī itnī baṛī jimmēvārī hōtē bhī bēphikr bādśhāh rahā hai .
32Even if many children did not see Father Brahma in the corporeal form, yet his activities and hispracticallifewas as you saw in the corporeal form: while having such a huge responsibility, he remained a carefree emperor.
28Ant tak bhī unhō̃ key|kī sūrat mē̃ bēphikr K|kē chinh dikhāī diyē .
33Even until the end, you saw signs of his being carefree from his face.
29Ant din tak bhī kōī ādhār binā last class karāyā hai .
34Even on the last day, without taking any support, he conducted thelast class.
30Aisē healthy aur phakhur mē̃ wealthy .
35He stayedhealthyandwealthyin his intoxication.
31Tō āp sabhī bhī bēphikr bādśhāh banē hō nā !
36So, have all of you also become carefree emperors?
32Chāhē śharīr kā hisāb kitāb hai , lēkin sthiti sadā bēphikr bādśhāh .
37Even though there may be karmic accounts of the body, the stage is that of constantly carefree emperors.
33Tō āj bāpdādā sabhī bachchō̃ kō aisē brahmā samān dēkhnē chāhtē haĩ .
38Today, BapDada wants to see every child equal to Brahma.
34Tō check karnā , chāhē śharīr kaisā bhī hō lēkin man sadā bēphikr bādśhāh hō .
39So,check: No matter what the condition of your body is, your mind should always be a carefree emperor.
35Tō note karnā subah kō uṭhtē hī check karō , subconscious mē̃ bhī kōī phikar tō nahī̃ hai ? 36Bīch-bīch mē̃ check karnā .
40So,notedown in the morning when you wake up,check: Are there any worries in thesub-consciousness?Checkevery now and again.
37Tō mērē kō tērē mē̃ parivartan kar dēgē kyōṅki sārē kalp mē̃ sivāē āp bachchō̃ K|kē double tājdhārī bēphikr bādśhāh kōī nahī̃ banā hai .
41So, you will transform "mine" into "Yours" because, throughout the whole cycle, apart from you children, no one else has become adoublecrowned carefree emperor.
38Āpkē citrō mē̃ sadā double tāj hai .
42You constantly have adoublecrown in your images.
39Dvāpar mē̃ kaī rājē banē lēkin double tājdhārī aur phir svarājya vālā rājā , aisē kōī nahī̃ banā .
43Many became kings in the copper age, but no one becamedoublecrowned or a king who had self-sovereignty.
40Tō āj kā apnā title bēphikr bādśhāh sadā yād rakhnā .
44So, constantly remember yourtitleof today: a carefree emperor.
41Āj bhī bahut bachchē āyē haĩ , sabhī bachchō̃ kō viśhēṣh bāpdādā milnē āyē hai .
45Today, also, many children have come. 46BapDada has especially come to meet all the children.
42Abhī ulhanē tō nahī̃ dēgē kyōṅki bāp kā bachchō̃ sē kitnā pyār hai jō bāp binā bachchō̃ K|kē rah nahī̃ saktā .
47Now, you will not complain, will you? 48Because the Father has so much love for the children, He cannot stay without the children.
43Tō yah title apnā amr̥itvēlē sē lēkē smr̥iti mē̃ rakhnā maĩ kaun ?
49So, keep thistitlein your awareness from amrit vela: Who am I?
44Bēphikr bādśhāh .
50A carefree emperor.
45Achchhā .
51Achcha.
46Sabhī āyē huē bachchō̃ sē milan manāyā , bāp bhī khuśh hai bachchē bhī khuśh haĩ .
52Baba celebrated a meeting with all the children who came. 53The Father is happy and the children are also happy.
47Lēkin yah apnā vardān kabhī bhī bhūlnā nahī̃ .
54However, never forget this blessing of yours.
48Kaisē bhī hō , śharīr kā hisāb śharīr jānē lēkin man sadā bēphikr bādśhāh .
55No matter how you are, the body knows its karmic accounts, but the mind is constantly a carefree emperor.
49Kaisā bhī paper hō lēkin paper aur anubhavī banākē āgē baṛhānē vālā hai , ḍarnā nahī̃ .
56No matter what type of testpaperit is, the paper makes you even more experienced and enables you to move forward.
50Kabhī paper sē ḍarnā nahī̃ . 51Achchhā .
57So, do not be afraid!
52Āj gujarāt zone kā turn chal rahā hai .
58Never be afraid of anypaper. 59Achcha.
53Tō gujarāt bhī bāpdādā K|kē pyārē haĩ , haĩ tō sab zone pyārē , lēkin āj turn iskā hai , gujarāt vālē uṭhō , hāth aisē karō .
60Today, it is theturnof the Gujarat zone to serve.BapDada loves those from Gujarat. 61Baba loves all the zones, but today it is theirturn. 62Those from Gujarat, stand up!
54Bahut achchhā .
63Wave your hands!
55Bāpdādā nē sab samāchār sunā kyā-kyā puruṣhārth kar rahē haĩ vah bhī bachchō̃ nē achchhā hisāb kitāb dikhāyā hai .
64Very good! 65BapDada heard all the news of what efforts you are all making. 66Children have shown a very good chart.
56Tō bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki sadā her|har bachchā brahmā bāp samān master brahmā banē .
67BapDada wants every child to be amasterBrahma constantly, the same as Father Brahma.
57Her|har zone dil bharkē ātā hai .
68Every zone comes to their hearts' content.
58Bāpdādā bhī khuśh hō rahē haĩ , aisē bachchē sārē kalp mē̃ ab saṅgam mē̃ hī miltē hai .
69BapDada is also pleased: it is only now at the confluence age that BapDada finds such children.
59Chāhē satyug mē̃ bhī sāthī hōṅgē lēkin abhī jō pahchān sē miltē haĩ vahā̃ key|kī pahchān change hō jāyēgī .
70You will be companions in the golden age too, but now, you meet with that recognition. 71There, the recognition willchange.
60Tō chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō , nimitt gujarāt hai lēkin bāpdādā K|kē sāmnē foreign vālē bhī haĩ aur chhōṭē-chhōṭē gānv vālē bachchē bhī haĩ .
72So, to the children from everywhere, although Gujarat is in the front as the instruments, children from abroad are also in front of BapDada - and there are also the children from small villages.
61Ēk-ēk bachchē kō bāpdādā , dōnō̃ bāp sadā baṛhtē chalō , baṛhātē chalō , apnā rājya najdīk lātē chalō , tō chārō̃ ōr K|kē bachchē bāpdādā K|kē sāmnē haĩ .
73BapDada says to each and every child: Both Fathers are saying: Constantly continue to move forward and enable others to move forward. 74Continue to bring your kingdom closer. 75Children from everywhere are in front of BapDada.
62Sākār mē̃ āp hō lēkin dil mē̃ chārō̃ ōr K|kē dēśh vidēśh gānv sab bābā K|kē dil mē̃ samāyē huē haĩ .
76In the corporeal form, it is you, but in Baba's heart are merged all the children from this land, from abroad and from the villages.
63Achchhā .
77Achcha.
64Dō wings āī haĩ , medical wing aur sikyūriṭī wing : medical vālē ab aisī taiyārī karāō , karō jō sabhī jaisē bāpdādā nē kahā bēphikr bādśhāh , phikar nahī̃ tō bīmārī bhī nahī̃ .
78Two Wings have come: Medical and Security.Those of theMedical Wing, now make such preparations and also inspire them, so that everyone becomes a carefree emperor, as BapDada has said. 79If there is no worry, there is then no illness.
65Tō aisā plan banāō jō yahā̃ baiṭhē bhī khuśh rahē sabhī , khuśhī nahī̃ ganvāyē , aisī davāī nikālō jō kabhī bhī kōī thōṛā sā tan sē yā man sē nākhuś hō tō davāī kō yād kartē hī khuśh hō jāē .
80So, make suchplansthat, while sitting here, everyone remains happy. 81They should not lose their happiness. 82Invent such medicine that if someone is a little unhappy, either physically or in the mind, then, as soon as they remember that medicine, they become happy.
66Vah davāī kyā hai ?
83What is that medicine?
67Mērā bābā .
84My Baba.
68Tō sabhī K|kē man mē̃ mērā bābā biṭhā dō tō yah davāī hō jāyēgī .
85So, let there be "My Baba" in everyone's mind and this will be the medicine.
69Achchhā .
86Achcha.
70Bahut achchhā , sēvā kar rahē haĩ , kartē chalō vijay tō āpkē sāth hai hī hai .
87You are doing very good service. 88Continue to do that. 89Victory is definitely with you.
71Security wing : security vālē puruṣhārth karkē mēhnat tō hai , lēkin puruṣhārth karkē aisī sahaj saphal hōnē vālī davāī mānā mantra , aisā nikālō jō din pratidin abhī duḥkh tō baṛhnā hī hai , halchal tō hōnī hai lēkin halchal mē̃ bhī svayã kō achal banā sakē , aisē kōī sahaj bāt nikālō jō vah bāt sāmnē ānē sē man khuśh hō jāē tō tan key|kī bīmārī feel nahī̃ hōgī .
90Security Wing:Those from the Security Wing are making effort and working very hard, but while making such effort, invent such an easy and successful mantra, that is, medicine, that their minds become happy. 91Day by day, sorrow is going to increase, and there will be upheaval, but they should be able to make themselves unshakeable in the midst of any upheaval. 92Invent something so easy that, when any such situation comes in front of them, their minds become happy and they do not feel the illness of the body.
72Yah security kā ilāj short mē̃ aisā nikālō , jaisē brāhmaṇ lōg vardān paṛh karkē khuśh hō jātē haĩ nā . 73Aisē kōī salvation kā sādhan nikālō jō kōī bhī adhyayan karnē sē parivartan hō jāē .
93Invent such a cure for security in short - just as Brahmins become happy when they read the blessings - in the same way, invent some facility for their salvation that, by studying it, they are transformed.
74Security K|kē kōī chhōṭē-chhōṭē sādhan taiyār karō jō jaisē samay abhī aur nājuk hōnē vālā hai , usmē̃ aisē samay par kārya mē̃ āvē .
94Invent some small means for security because the times are going to become even more delicate, this would be useful at such a time.
75Āp tō ever ready hō nā ?
95You areever ready, are you not?
76Ever ready hō kōī bhī samay āvē , kaisā bhī samay āvē lēkin brahmākumār aur brahmākumārī har ēk her|har samay par sadā khuśh rahē .
96You areever ready. 97No matter what times come or when they come, all of you Brahma Kumars and Brahma Kumaris remain constantly happy at every moment.
77Brahmākumār aur brahmākumārī key|kī khuśhī gāyab nahī̃ hō , hō saktā hai ?
98Is it possible that the happiness of the Brahma Kumaris and Brahma Kumars will not disappear?
78Hō saktā hai hāth uṭhāō .
99If it is possible, then raise your hands!
79Achchhā .
100Achcha.
80Bāpdādā nē sabkā hāth dēkhā , āp hāth uṭhāō .
101BapDada saw everyone's hands. 102Raise your hands!
81Tō samay tō ātē rahē̃gē , bāpdādā result dēkhē̃gē , sabhī nē hāth uṭhāyā hai tō samay par bhī bēphikr bādśhāh .
103That time will continue to come and BapDada will see theresult. 104All of you have raised your hands, and so remain carefree emperors at that time too.
82Bēphikr bhī bādśhāh bhī .
105Be carefree and an emperor too.
83Chhōṭī bātē̃ bhī baṛī bātē̃ bhī ānī tō haĩ , lēkin brahmākumār aur kumāriyō̃ kē liē kōī baṛī bāt nahī̃ , kalp-kalp dēkhī huī hai .
106Trivial things and major things are definitely going to come, but for the Brahma Kumars and Kumaris, nothing is a big deal! 107You have seen it every cycle.
84Kalp-kalp pās|pass kiyā hai .
108You have passed through it every cycle.
85Aisē anubhavī ban ab bhī aisē pās|pass hō jāyēṅgē jaisē khēl hō .
109Become experienced and you will pass through that now also as though it is a game.
86Aisī himmat hai nā .
110You do have such courage, do you not?
87Himmat hai !
111Do you have courage?
88Dō-dō hāth uṭhāō .
112Raise both your hands!
89Pīchhē vālē uṭhā rahē haĩ .
113Those at the back are raising their hands.
90Double vidēśhī : double vidēśhiyō̃ kō apnā title yād hai nā ?
114Doubleforeigners:Do youdoubleforeigners remember yourtitle?
91Kaun hō āp ! 92Double puruṣhārthī .
115Who are youDoubleeffort-makers.
93Aur bāpdādā nē dēkhā hai , himmat achchhī rakhtē haĩ .
116BapDada has seen that you have good courage.
94Majority samay par pās|pass bhī hō jātē haĩ .
117Themajorityof you alsopasson time.
95Bāpdādā kē pās samāchār ātē haĩ aur āpkī nimitt dādī vah bhī sunātī rahtī haĩ .
118BapDada receives the news and your instrument Dadi also relates everything.
96Sabkō prāṇ bhartī rahtī haĩ .
119She continues give empower to everyone.
97Achchhā .
120Achcha.
98Āp sadā ēk bāt yād rakhnā - hamē vijayī bannā hī hai .
121You should constantly remember one thing: We definitely have to be victorious.
99Chāhē kōī bhī sarakamasṭāś hō lēkin hamārā nām vijayī hai .
122No matter what thecircumstancesmay be, our name is "victorious".
100Vijay hamārē jīvan kā sahārā hai .
123Victory is the support of our life.
101Vijay huī paṛī hai .
124Victory is already guaranteed.
102Achchhā .
125Achcha.
103Bāpdādā kē pās samāchār ātē haĩ tō vidēśh key|kī result bhī achchhī hai , bāpdādā khuśh hai .
126BapDada receives the news that the results of service abroad is also good and BapDada is pleased.
104Achchhā .
127Achcha.
105Āj tō chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ sē milan manā rahē haĩ .
128Today, Baba is celebrating a meeting with all the children from everywhere.
106Sabhī K|kē dil mē̃ bābā , bābā aur bābā , yah anubhav bāp kō bhī hō rahā hai lēkin śharīr kā hisāb śharīr jānē .
129There is just Baba, Baba and Baba in everyone's heart. 130Even the Father is experiencing this, but the body knows about its karmic accounts.
107Bākī āp sabhī nē aur bāpdādā nē bhī dēkhā aur hī sabhī kō bāpdādā key|kī yād jyādā ātī hai , kab milēgā , kab milēgā , kab milēgā . ismē̃ bhūltā cum|kam hai .
131All of you, and BapDada, have seen that everyone remembers BapDada a lot more: When will we meet? 132When will we meet?
108Lēkin śhām kā samay milan kā hai tō miltē rahē̃gē .
133When will we meet? 134Because of this, you forget less.
109Chārō̃ taraph K|kē bachchō̃ kā yādpyār miltā rahatāhai ? 110Jitnā bachchē yād kartē usmē̃ 100 guṇā jyādā bār bhī bachchō̃ kō yād kartē haĩ sadā bachchē jaisē vāh bābā vāh bābā kahtē vaisē bāp bhī her|har taraph K|kē bachchō̃ kō vāh bachchē vāh bachchē kahtē haĩ aur saṅkalp mē̃ yādpyār dētē rahtē haĩ achchhā .
135However, the time of the confluence age is for meeting and so we shall continue to meet. 136Baba continues to receive love and remembrance of all the children from everywhere. 137To the extent that children remember Baba, Baba too remembers the children a hundred times more.
111Āgē jō drama mē̃ hōgā vah hōtā rahēgā .
138Just as the children continue to say, "Wah Baba!
112Mōhinī bahan nē bahut-bahut yād dī hai : achchhī yād aur hisāb chuktū dōnō̃ kar rahī hai .
139Wah Baba!", in the same way, Baba says to the children in all directions: Wah children! 140Wah children!
113Bāpdādā bhī śhakti dētē rahtē haĩ . 114Bābā kē pās yād pahuñchtī hai
141Baba continues to give love and remembrance through His thoughts.
115Dādī jānkī sē : ( galē lagī ) ēk kō kiyā arthāt sabkō kiyā .
142Achcha. 143Achcha, in the future, whatever is in the drama will continue to take place.
116Bāpdādā tō miltē rahē̃gē . 117Saṅgamyug hai hī bāp aur bachchō̃ K|kē milan kā , yug hī yah hai isīliē miltē rahē̃gē .
144Mohiniben has sent lots and lots of remembrance: She is having good remembrance and also settling her accounts. 145BapDada also continues to give power.
118 ( nirvēr bhāī nē kuchh bhāī bahinō̃ key|kī yād dī|the ) jinhōnnē bhī yād dī hai unkō padamguṇā yādpyār .
146Her remembrance reaches Baba. 147To Dadi Janki:(Dadi embraced BapDada) To embrace one means to embrace everyone.
119Rukmaṇī dādī nē bhī yād diyā hai , uskō bhī padamguṇā yādpyār dēnā .
148BapDada will continue to meet. 149The confluence age is the age for the meeting of the Father and the children.
120 ( 3-4 dinō̃ mē̃ kuchēk bhāī bahinō̃ K|kē ēksīḍēṭ huē haĩ )
150This age is for that and so we shall continue to meet.
121Sabhī kō ēk-ēk jō bhī kuchh nīchē ūpar huē haĩ yād dēnā lēkin thōṛā sā āgē kē liē driver jō hai unkō thōṛā sā kōī alag mē samjhā dēnā !
151(Nirwairbhai gave Baba remembrance of some brothers and sisters): Multimillionfold love and remembrance to all those who sent their remembrance. 152Rukmani Dadi has also sent love and remembrance.
122Thōṛā jaldī kartē haĩ , yah jaldī nahī̃ karnā chāhiē .
153Also give her multimillionfold love and remembrance.
123Vah samajhtē haĩ ham pahlē pahuchēṅgē , pahuchēṅgē tō pahlē lēkin result ?
154(In the last three to four days, some brothers and sisters have had an accident).
124Isīliē khās ḍrāivarsa kō abhī thōṛā sā iśhārā dēnā chāhiē . 125Ṭhīk hai .
155Give each and everyone who have had ups and downs (been involved) love and remembrance.
126Gītā K|kē bhagvān kē bārē mē̃ : ahiṃsā kā jō kiyā hai vah ṭhīk hai , ismē kaī sāthī hō jāyēṅgē , vaisē bhī kaī hiṅsā kō māntē nahī̃ haĩ , tō un lōgō̃ kō najdīk lāō tō gītā kā bhagvān khud hī siddha hō jāyēgā .
156But in future, someone should personally explain to thedriverseparately. 157They rush a bit, and they should not rush. 158They think that they will reach there first and they would reach there first, but what would be theresultof that?
127Ōm śhānti 12812-12-12 madhuban ābū key|kī pāvan bhūmi sē 12-12-12 K|kē viśhēṣh din key|kī pyār bharī yād kē sāth śhaktiśhālī śubhakāmanāyē̃ svīkār hō̃ .
159Therefore, you should give a signal especially to the driver. 160OK? 161In connection with the God of the Gita:What you have done for non-violence is good.
129Jaisā ki āp sabhī jāntē haĩ yahā̃ śhāntivan mē̃ bābā key|kī gōd mē̃ ārām sē baiṭhē āp sabhī bhārat aur sampūrṇ viśhva K|kē āśhā K|kē jagmagātē aur saphaltāmūrt ratnō̃ kō yād kar rahī hū̃ . 130Is pūrē chakra mē̃ 12-12-12 yah din yah samay kalp bād hī phir sē āyēgā parantu yah tō ham sabhī jāntē hī haĩ ki is saṅgamyug kā her|har din mūlyavān aur ham sabkō sarv śhaktiyō̃ sē sampann banānē vālā hai tō aisē avasar par mīṭhī madhur śhānti mē̃ gaharē jānē kā samay nikālē̃ aur tyāg tapasyā aur sēvā kā majbūt kilā banāyē . 131Ham sabhī vardānī ātmāyē̃ sadā sarv śhaktimān paramātmā K|kē sahārē aur madad kā anubhav kartē hī haĩ . 132Phir chāhē śharīr kā kōī bhī paper hamārē sāmnē āyē , chāhē viśhva key|kī hālātō̃ K|kē anusār jō bhī dr̥iśhya ā rahē haĩ , usmē̃ bāpdādā sē prāpt īśhvarīy guṇō̃ , śhaktiyō̃ aur prāptiyō̃ K|kē ādhār par ham sabhī achal aḍōl sthiti kā anubhav kartē rahtē haĩ .
162You will have many companions in this.
133Viśhva bhar mē̃ hajārō lākhō̃ anubhavī brāhmaṇ phailē huē haĩ un sabhī K|kē jīvan kā ēkamātra ādhār hai mīṭhā pyārā bābā . 134Hamārā bābā kalyāṇkārī hai , drama mē̃ her|har scene kalyāṇkārī hai aur ham sab viśhva kalyāṇkārī haĩ . 135Issē adhik aur kyā chāhiē . 136Jaisā ki ham chuṭṭiyō̃ K|kē samay aur varṣh K|kē ant mē̃ kadam rakh rahē haĩ hamārī śhubhkāmnā hai ki ham tīvr puruṣhārth kartē huē gaharē daivī sambandh K|kē ādhār par achchhē tē achchhā samay bitāyē̃ .
163In any case, many do not believe in violence.
137Bāpdādā key|kī pyār bharī yād kē sāth , īśhvarīy sēvā mē̃ be|B . K|kē . jānkī .
164So, bring those people close and the God of the Gita will automatically then be proved.
138Ōm śhānti .
165* * * * O M S H A N T I * * * *