बुधवार 20 फ़रवरी 2013 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> > 20-02-13 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 20-02-13 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
1 karmayōgī jīvan mē̃ tīvr puruṣhārth dvārā her|har subject mē̃ sadā santuṣhṭ aur khuśh rahō , apnē khuśhnumā , divya guṇ sampann chēhrē dvārā khuśhī kā anubhav karāō
1In your karma yogi life, remain constantly content and happy in every subject 2through your intense effort. 3Through your face filled with happiness and divine virtues, 4give others the experience of happiness.
2Āj bāpdādā apnē khazānō̃ sē sampan bachchō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ .
5Today, BapDada is pleased to see His children who are full of treasures.
3Ādi sē lēkē kitnē khazānē milē haĩ .
6How many treasures have you received from the beginning?
4Pahlā khazānā gyān kā milā jissē sabhī bachchē svayã bharpūr hō aurō̃ kō bhī khazānē sē bharpūr kar rahē haĩ .
7The first treasure you received is of knowledge, through which all the children made themselves full and are also continuing to make others full of treasures.
5Gyān kā khazānā , har ēk K|kē bandhan jō phãsānē vālē haĩ , ussē mukt kar bandhan mukt duḥkh aśhānti mukt banānē vālā hai .
8The treasure of knowledge liberates everyone from the bondages that trap everyone and frees them from bondage, sorrow and peacelessness.
6Dūsrā khazānā hai yōg kā , jissē bahut śhaktiyā̃ prāpt huī haĩ aur tīsrā hai dhārṇā kā khazānā jissē bahut-bahut guṇō̃ key|kī prāpti huī hai .
9The second treasure is of yoga through which you have attained many powers. 10The third treasure is of dharna through which you have attained many, many virtues.
7Lēkin sabsē baṛē tē baṛā khazānā hai is saṅgam samay kā khazānā .
11However, the biggest treasure of all treasures is the treasure of the time of the confluence age.
8Iskā mahatva bahut baṛā hai kyōṅki saṅgam K|kē samay par hī bāp śhivbābā bāp rūp mē̃ bhī miltā śhikṣhak rūp mē̃ bhī miltā aur satgurū rūp mē̃ bhī miltā .
12This has great importance because it is only at the time of the confluence age that you meet the Father, Shiv Baba, in the form of the Father, in the form of the Teacher and also in the form of the Satguru.
9Is saṅgam yug mē̃ ēk janm mē̃ 21 janm kā varsā miltā hai , jis varsē mē̃ janm-janm mē̃ kōī duḥkh aśhānti nahī̃ hōtī hai .
13In this confluence age, you receive the inheritance of births in this one birth - and it is through this inheritance that you do not have sorrow or peacelessness for birth after birth.
10Sāth mē̃ sambandh mē̃ jō parivār miltā vah parivār bhī nyārā aur pyārā hōtā hai .
14Along with that, in terms of relationships, the family that you receive is also unique and loving.
11Ēk dō K|kē dvārā īśhvarīy snēh , jō aisā īśarīy snēh sārē kalp mē̃ nahī̃ mil saktā .
15You receive such Godly love from one another. 16You cannot receive such Godly love at any other time throughout the whole cycle.
12Tō sarv khazānō̃ sē bharpūr huē hō nā !
17So, you are full of all treasures, are you not?
13Huē haĩ ?
18Are you?
14Hāth uṭhāō .
19Raise your hands!
15Tō bāpdādā āj khazānō̃ K|kē mālik sampann bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
20Today, BapDada is seeing the children who are full, who are the masters of the treasures.
16Dil sē kyā nikaltā ?
21What emerges from His heart?
17Vāh bachchē vāh .
22Wah children! wah!
18Her|har bachchā bāp kā pyārā ban gayā hai .
23Every child is loved by the Father.
19Bachchē tō bahut haĩ , alag-alag jagah par baiṭhkar bhī mil rahē haĩ .
24There are many children and they are meeting Baba while sitting at different places.
20Dēkh rahē haĩ .
25They are seeing Baba.
21Lēkin bāpdādā āj chārō̃ ōr dūr-dūr tak apnē khazānō̃ sē sampann bachchō̃ kō dēkh khuśh hō rahē haĩ aur bachchē bhī khazānō̃ kō dēkh khuśh rahtē haĩ .
26However, today, BapDada is pleased to see His children, everywhere, far, far away who are full of all treasures and the children also remain happy on seeing the treasures.
22Sadā prāptiyō̃ K|kē naśhē mē̃ khuśh rahtē haĩ .
27Children remain constantly happy with the intoxication of the attainments.
23Bāp bhī bachchō̃ kō dēkh , bachchō̃ K|kē saubhāgya kō dēkh khuśh hō rahē haĩ .
28The Father too is pleased to see the children and their fortune.
24Dēkhō āj bhī bāp nē sunā ki sabhī khuśhī khuśhī mē̃ bhāgkar pahũch gayē haĩ .
29Look, today, the Father also heard that everyone has arrived here, running with great happiness.
25 ( 26 hajār sē bhī adhik bhāī bahinē̃ pahuñch gayē haĩ ) yah bhī samāchār sunā kaī bachchō̃ kō andāj jyādā hōnē kāraṇ tent mē̃ sōnā paṛā hai .
30(More than 26,000 brothers and sisters have come here.) 31Baba also received the news that, because more than the estimated number of children has arrived, some have had to sleep intents.
26Bāpdādā nē sabhī taraph K|kē tent bhī dēkhē lēkin ēk is group key|kī viśhēṣhtā hai jō kōī bhī hai , baṛā hai yā chhōṭā hai viśhēṣh hai yā sādhāraṇ hai lēkin bāp nē dēkhā sab tent mē̃ nahī̃ sōtē lēkin khuśhī K|kē bistar par sōtē haĩ .
32BapDada also saw the tentseverywhere. 33However, one speciality of thisgroupis that, no matter who it is, whether it is someone eminent or small, someone special or ordinary, the Father saw that they do not sleep in atent, but sleep on a bed of happiness.
27Sabkē dil mē̃ yahī gīt bajtā vāh bābā vāh .
34The song playing in everyone's heart is: Wah Baba! wah!
28Kōī-kōī kō taklīph bhī hai lēkin jahā̃ pyār hai vah pharśa par sōtē huē bhī khuśhiyō̃ K|kē arśh mē̃ haĩ .
35Some even had some difficulty, but where there is love, while sleeping on the floor, they are in the sky of happiness.
29Tō bāpdādā is group kō viśhēṣh badhāī dētē haĩ .
36BapDada is especially congratulating thisgroup.
30Sabkē chēhrē khuśhī mē̃ nazar ā rahē haĩ .
37Baba is seeing everyone's face filled with happiness.
31Bāpdādā nē dēkhā sab achchhē umaṅg-ulhās sē classes bhī achchhē kar rahē haĩ .
38BapDada saw that everyone is also attendingclasseswith great zeal and enthusiasm.
32Bāpdādā sab suntē haĩ .
39BapDada hears everything.
33Yahā̃ jō bhī zone āyē haĩ unkē mukhya zone head uṭhō .
40All the mainheadsof all theZonesthat have come here, stand up!Zone heads!
34Zone head . 35Āpkē lāyē huē bhāī bahin khuśh haĩ ?
41Are all the brothers and sisters you have brought here happy?
36Khuśh haĩ tō hāth uṭhāō .
42Raise your hands if they are happy!
37Achchhā hai .
43It is good.
38Bāpdādā bhī khuśh haĩ aur āp sabkō mubārak viśhēṣh dē rahē haĩ .
44BapDada is also happy and is especially congratulating all of you.
39Kisī kō āgē kē liē tō bāpdādā attention dilāyēgā lēkin bāpdādā āp sabhī āyē huē bachchō̃ key|kī sahan śhakti dēkh āp ēk-ēk bachchē kō padamguṇā pyār dē rahē haĩ .
45In the future, BapDada will draw someone'sattention for this, but upon seeing the power of tolerance of all of you who have come, Baba is giving multimillion-fold love to each and every child.
40Abhī jō bhī bachchē āyē haĩ , un sabhī bachchō̃ nē apnā sahan śhakti kā khuśh rahnē kā bahut achchhā record dikhāyā hai .
46All the children who have come now have shown a very goodrecordof their tolerance and of remaining happy. 47Did anyone fall sick?
41Kōī bīmār huā .
48Was anyone ill?
42Huā ? 43Ēk dō tō hōtē hī haĩ vaisē bhī .
49Generally, there are one or two anyway.
44Lēkin bāpdādā special un bachchō̃ kō sahan śhakti kā inām dil kā ati pyār dē rahē haĩ .
50However, for their power of tolerance, BapDada isespeciallygiving those children a gift in the form of deep love from His heart.
45Ab āgē kyā karnā hai ?
51What are we going to do now?
46 ( sēvā K|kē turn mē̃ baṅgāl , bihār , āsām , uṛīsā , nēpāl , tāmilnāḍu K|kē 18 hajār āyē haĩ )
52(18,000 brothers and sisters have come from Bengal, Bihar, Assam, Orissa, Nepal and Tamil Nadu fortheir turn of service.)
47Abhī bāpdādā her|har bachchē kō tīvr puruṣhārthī dēkhnē chāhtē haĩ .
53BapDada now wants to see every child as an intense effort-maker.
48Tīvr puruṣhārthī arthāt sab subject mē̃ apnē puruṣhārth sē santuṣhṭ hō aur bāpdādā bhī her|har bachchē sē yahī chāhtē haĩ ki abhī samay anusār her|har bachchē K|kē chēhrē par śhaktiyā̃ aur khuśhī nazar ānī chāhiē kyōṅki din-pratidin duniyā mē̃ duḥkh tō baṛhnā hī hai .
54An intense effort-maker means one who is content with his own effort in everysubject. 55According to the present time, BapDada also wants to see from every child that the powers and happiness are visible on each child's face, because, day by day, sorrow is definitely going to increase in the world.
49Lēkin aisē duḥkh K|kē samay āp kā khuśhnumā divyaguṇ vālā chēhrā dēkh unhō̃ kō thōṛē samay kē liē bhī khuśhī kā anubhav hō .
56However, at the time of such sorrow, upon seeing your happy face that is filled with divine virtues, they would also experience happiness for a short time.
50Har ēk bachchē K|kē chēhrē mē̃ vah īśhvarīy snēh , īśhvarīy pyār , himmat baṛhānē kā pyār , khuśh rahnē kā anubhav hō .
57Through every child's face, they should experience that Godly love (sneh), Godly affection (pyar) - the love to increase their courage and to remain happy.
51Kaī bachchē kahtē haĩ vaisē tō ham khuśh rahtē haĩ lēkin karmayōgī jīvan mē̃ thōṛā sā karma mē̃ phark paṛ jātā hai .
58Some children say: We generally remain happy, but in our karma yogi life, there is a difference when we act.
52Karma mē̃ phark nahī̃ ānā chāhiē .
59There shouldn't be any difference in your karma.
53Karma kartē bhī sadā attention rahē maĩ karmayōgī ātmā hū̃ .
60While performingactions, always pay thisattention: I am a karma yogi soul.
54Śharīr kō chalānē vālī śharīr kā bhī mālik hū̃ .
61I am a master of this body who is making this body function.
55Tō her|har samay chāhē karma karō , chāhē nahī̃ karō lēkin karma karnē samay bhī yah sōchō ki maĩ karma karānē vālī ātmā hū̃ aur ātmā , kaun see|sī|C ātmā hū̃ ?
62At every moment, whether you are performing actions or not, think: "I am a soul who is enabling the body to perform actions". 63As a soul, what type of soul am I?
56Bāp key|kī lāḍlī bachchī hū̃ yā bachchā hū̃ .
64I am the Father's beloved son or daughter.
57Paramātmā key|kī pyārī hū̃ .
65I am loved by God.
58Tō mālik hōkē is śharīr kō chalānē vālī .
66I am a master who is making this body function.
59Sadā bāp kī yād dil mē̃ samāī huī hō .
67Let remembrance of the Father be constantly merged in your heart.
60Tō har ēk check karō karmayōgī ban K|kē karma kar rahī hū̃ ?
68So, each one of you shouldcheck: Am I performing actions as a karma yogi?
61Karmayōgī hū̃ tō yōg bāp sē hai .
69As a karma yogi, my yoga is with the Father.
62Tō bāp sadā follow father kahtē haĩ .
70So, the Father always says:Follow the father.
63Bāp hamārē sāth hai tō yah group kyā karēgā ?
71The Father is with us. 72So, what is thisgroupgoing to do?
64Abhī apnē-apnē sthān par jākē apnē chēhrē sē aisē khuśhamijāj chēhrē kā anubhav karānā kyōṅki āj duniyā mē̃ khuśhī abhī kam hōtī jātī hai aur āpkā chēhrā unkō khuśhī kā anubhav karāyē .
73Now, when you return to your own places, give others the experience of a happy face because today, happiness in the world is continuing to decrease and your face should give them the experience of happiness.
65Āgē chal K|kē duḥkh aśhānti tō baṛhnī hī hai . 66Samay nahī̃ milēgā itnā kōī kō sunnē vā course karnē kā lēkin āpkā chēhrā unhō̃ kō khuśhī kā anubhav karāyē .
74As you progress further, sorrow and peacelessness is definitely going to increase. 75No one will have time to listen or to docourses, but your face should give them the experience of happiness.
67Hō saktā hai nā .
76This is possible, is it not?
68Hō saktā hai ?
77Is it possible?
69Hāth uṭhāō .
78Raise your hands!
70Agar itnē ēk-ēk chēhrā jagah-jagah sē āyā huā khuśhī bā̃ṭanē kā lakṣhya rakhē , sadā khuśh , kabhī-kabhī nahī̃ kyōṅki khuśhī key|kī viśhēṣhtā hai , jitnī aur kōī bhī chīz kiskō dēgē tō āpkē pās|pass kam hōgī .
79All of you who have come from all the different places have the aim of sharing happiness through your face - of being constantly happy, not just sometimes - The speciality of happiness is - while generally, when you give something to someone, yours will decrease.
71Āpkē pās|pass dō chījē haĩ ēk dēgē tō ēk kam hōgī .
80If you have two things and you give one away, you will have one less.
72Lēkin sārē jahān mē̃ agar khuśhī āpkō dētē hō tō kam hōtī hai yā baṛhtī hai ?
81However, if you give happiness to the whole world, will it decrease or increase?
73Aisī khuśhī āpkē pās|pass hai .
82You have such happiness!
74Tō sabhī ātmāō̃ kō ab khuśhī bāṇṭō .
83So, now share your happiness with all souls.
75Double phāydā hai āpkī bhī baṛhēgī , unkī bhī baṛhēgī .
84You will havedoublebenefit - yours will increase and theirs will also increase.
76Tō āj kā viśhēṣh yah kām yād rakhnā khuśhī bā̃ṭanī hai .
85So, today, specially remember this task: You have to share happiness.
77Agar mānō āpkē pās|pass khuśhī chalī jātī hai , kōī na kōī bāt sē khuśhī chalī jātī hai tō āp bāp sē khuśhī lēkē āp bhī khuśh rahō aur dūsrō̃ kō bhī khuśhī dō .
86If, for instance, your happiness goes away due to one reason or another, you can take happiness from the Father and remain happy yourself and give happiness to others.
78Tō sabhī kyā karē̃gē abhī ?
87So, what will all of you do now?
79Pahlē bhī sunāyā , tīvr puruṣhārthī banō , chal rahē haĩ nahī̃ uṛ rahē haĩ aur dūsrā bāpdādā nē attention khiñchvāyā hai kabhī-kabhī akṣhar khatm karō .
88You were told earlier too - become intense effort-makers. 89Not that you are just moving along, but you are flying. 90Secondly, BapDada has drawn yourattentionthat you must finish the word "Sometimes".
80Khuśhī hai , kahtē haĩ haĩ lēkin kabhī-kabhī khatm hō jātī hai .
91You have happiness and you even say that you have happiness, but it sometimes finishes.
81Tō kabhī-kabhī śhabda sadā kē liē yahā̃ chhōṛ K|kē jānā .
92So, leave it behind, leave it here for all time, the word "Sometimes".
82Chhōṛ saktē hō ?
93Can you leave it?
83Chhōṛē̃gē ?
94Will you leave it?
84Hāth uṭhāō , chhōṛē̃gē ?
95Raise your hands! 96Will you leave it?
85Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō abhī sē hī sadākhuś rahnē key|kī mubārak dē rahē haĩ .
97BapDada is giving all the children congratulations from now itself for constantly remaining happy.
86Phir kabhī-kabhī śhabda nahī̃ kahnā . 87Sadā rahnā .
98Then, do not use the word "Sometimes" but always remain like that.
88Tō sabhī khuśh haĩ nā .
99So, are all of you happy?
89Khuśh haĩ ?
100Are you happy?
90Sadākhuś rahē̃gē , yah himmat hai ?
101Do you have the courage to remain constantly happy?
91Jō samajhtē haĩ ki duḥkh aśhānti jō bhī thōṛī kabhī-kabhī ātī hai vah is bārī ham yahā̃ chhōṛ K|kē jāyē̃gē , sāth nahī̃ lē jāyē̃gē , itnī himmat samajhtē hō tō dō-dō hāth uṭhāō .
102Those who believe that whatever sorrow and peacelessness you have sometimes, you will leave these behind this time, you will not take that back with you; those of you who believe that you have such courage, raise both your hands!
92Bāpdādā bahut khuśh hai .
103BapDada is very pleased.
93Himmatē bachchē madadē bāp tō hai hī . 94Tō baṛā zone āyā hai nā .
104Definitely, when the children maintain courage, the Father definitely helps.
95Bāpdādā bhī dēkh K|kē khuśh hai .
105A bigzonehas come and BapDada is also pleased to see them.
96Thōṛī taklīph huī hai lēkin ā tō gayē .
106There has been a little difficulty, but you have at least come.
97Bāpdādā kō bhī bachchō̃ sē milkē khuśhī hōtī hai aur bāpdādā hamēśhā vāh bachchē vāh ! 98Kā gīt gātē haĩ .
107BapDada is also pleased to meet the children and BapDada always sings the song: Wah children! wah!
99Achchhā .
108Achcha.
100Abhī ēk-ēk zone uṭhāō .
109Now, eachzone, stand up one by one!
101Tāmilnāḍu zone : tāmilnāḍu kō bāpdādā viśhēṣh vardān dē rahē haĩ sadā kōī bhī kārya karō tō kārya karnē K|kē pahlē bāp sē special kārya key|kī saphaltā kā vardān lēkē bāpdādā K|kē vardānī ban K|kē vah kārya karō tō saphaltā āpkā janm siddha adhikār hō jāyēgī .
110Tamil Nadu:BapDada is giving Tamil Nadu a special blessing: Always, whenever you are to carry out a task, before carrying out that task, first of all, take a specialblessing from BapDada for the success of that task. 111Be blessed by BapDada and then carry out that task and success will become your birthright.
102Kārya karnē kē bād nahī̃ karnā pahlē vardān lēkē phir kārya karē̃gē tō saphaltā āpkē sāth hō jāyēgī .
112Do not do this after carrying out the task. 113If you first take the blessing and then carry out the task, success will then be with you.
103Achchhā hai , bāpdādā nē dēkhā majority zone sēvā mē̃ achchhē umaṅg-utsāh sē āgē baṛh rahē haĩ aur jitnā busy rahtē haĩ sēvā mē̃ utnā samay śhakti milnē sē nirvighna rahtē haĩ .
114It is good. 115BapDada has seen that themajorityofZonesare moving ahead very well in service with zeal and enthusiasm, and thebusieryou remain in service, the more you remain free from obstacles by receiving power during that time.
104Agar kōī-kōī vighna ātā bhī hai tō vijayī ban karkē ṭāl bhī dētē haĩ .
116Even if any obstacles come, then you become victorious and overcome that obstacle.
105Puruṣhārth sabhī zone achchhā kar rahē haĩ .
117AllZonesare making good effort.
106Bāpdādā lakṣhya har ēk zone kā dēkh khuśh hai aur sadā khuśh kartē rahē̃gē .
118Seeing the aim of eachZone, BapDada is pleased and will constantly continue to make you happy.
107Ṭhīk hai .
119OK.
108Nēpāl : bāpdādā is zone key|kī bhī result kō dēkh khuśh hai .
120Nepal:BapDada is also pleased to see theresultof thisZone.
109Sēvā kā umaṅg achchhā hai isliē bāpdādā sadā kē liē sahyōg dēnē key|kī āgē baṛhnē key|kī , vardānī bannē key|kī mubārak dē rahē haĩ .
121You have good enthusiasm for service and this is why BapDada is congratulating you for being constantly co-operative, for moving forward and for being blessed.
110Baṛhtē rahō , baṛhātē rahō bāpdādā sadā sāth hai .
122Continue to move forward and enable others to move forward. 123BapDada is constantly with you.
111Sabhī khuśh haĩ ?
124Is everyone happy?
112Haĩ ?
125It is good.
113Achchhā hai , vr̥iddhi hai aur vr̥iddhi hōtī rahēgī .
126There is expansion and expansion will continue to take place.
114Baṅgāl , bihār , uṛīsā , āsām : yah bhī zone achchhā sēvā mē̃ aur student key|kī vr̥iddhi karnē mē̃ āgē jā rahā hai aur bāpdādā nē dēkhā ki himmat kā vardān inhō̃ kō viśhēṣh hai .
127Bengal, Bihar, Orissa, Assam:ThisZoneis also moving forward very well in service and in increasing the numbers ofstudents. 128BapDada has seen that they have the special blessing of having courage.
115Himmat hōnē K|kē kāraṇ bāp key|kī madad bhī hai aur āgē bhī rahēgī .
129Because of having courage, they have the Father's help and will also have it in the future.
116Bāpdādā khuśh hai aur sāth-sāth sadā amr̥itvēlē chakra lagātē rahē̃gē .
130BapDada is happy and, together with that, Baba will constantly continue to tour around at amrit vela.
117Bāpdādā nē dēkhā sthān sēvākēndrō̃ kā achchhā vr̥iddhi karnē kā tarīkā hai .
131BapDada has seen that thecentre's location is a good means of increasing the numbers.
118Bāpdādā viśhēṣh himmat par sadā sāthī bannē kā vardān dē rahē haĩ . 119SpARC , business , sports , education , media wing key|kī meeting hai : ādhā hall|hāl tō yahī dikhāī dē rahē haĩ .
132Because of your courage, BapDada is giving each of you a special blessing of your becoming constant companion. 133SpARC, Business, Sports, Education and Media Wing meetings:Half thehallis visible with them.
120Sabhī hāth hilāō .
134All of you, wave your hands!
121Dēkhō kitnē haĩ .
135Look how many there are!
122Ādhā hall|hāl tō āp lōg haĩ .
136Half thehallis of all of you.
123Achchhā hai , bāpdādā nē dēkhā hai ki har ēk wing mē̃ umaṅg-utsāh hai aur umaṅg-utsāh K|kē kāraṇ sēvā K|kē chance bhī achchhē - achchhē banātē haĩ .
137It is good. 138BapDada has seen that everyWinghas zeal and enthusiasm and, because of zeal and enthusiasm, you create very goodchancesfor service.
124Lēkin bāpdādā key|kī ēk bāt abhī bhī karnī hai .
139However, you still have to do one thing for BapDada.
125Har ēk wing abhī tak jō mukhya nimitt banāyā hai , achchhē-achchhē madadgār nikālē haĩ , tō har ēk wing pahlē list bhējē ki jab sē wing key|kī sthāpanā huī , ab tak kitnē aur kaun-kaun nimitt banē haĩ .
140All of those whom you have made the main instruments in everyWing, all the good helpers you have found, eachWingshould first of all send alistof how many and who have become instruments from the time of establishing the Winguntil now.
126Abhī pahlē list bhējē har ēk phir sabhī kā saṅgaṭhan karē̃gē .
141Now, first of all, each of you has to send thatlistand we will then have a gathering of all of them.
127Kaun-kaun nikalē haĩ kaun sā group jyādā hai , tō bhinn-bhinn occupation vālō̃ kā phir alag-alag karē̃gē lēkin pahlē list bhējō .
142Who has emerged and whichgroupis larger? 143Then, we will have a separate gathering of those of differentoccupations, but, first of all, send alist.
128Har ēk nē kitnē regular student banāyē haĩ , kitnē samparka vālē banāyē haĩ , kitnē sahyōgī banāyē haĩ , yah list har ēk wing key|kī ānī chāhiē .
144How manyregular studentshas each one created? 145How many are in contact with you? 146How many are co-operative with you? 147Baba should receive thislistfrom everyWing.
129Chāhē sahyōgī bhī banē haĩ , sahyōgiyō̃ key|kī bhī list āvē .
148Even include those who have become co-operative - thelistof those who are co-operative should also come.
130Tō zone key|kī result kā sabkō patā paṛ jāyēgā .
149Then everyone will come to know theresultsof thezone.
131Achchhī bāt hai nā .
150This is a good thing, is it not?
132Karē̃gē ?
151Will you do it?
133List likhnā paṛēgā .
152You will have to make alist.
134Uskē bād phir programme āpkō milēgā kyōṅki mēhnat tō kartē haĩ .
153You will be given aprogrammeafter that because you are making effort.
135Bāpdādā nē dēkhā wing vālē apnē-apnē subject key|kī sēvā achchhī kar rahē haĩ aur result bhī achchhī hai , bāpdādā khuśh hai .
154BapDada saw that those from theWingsare doing very good service in their ownsubjectand theresultis also good, BapDada is pleased.
136Bahut achchhā hai , achchhā rahēgā aur āpkī result kō dēkh aur bhī āgē baḍhēṅgē .
155It is very good and it will be good, and, upon seeing yourresult, others will also move forward.
137Sabkō bahut-bahut yād pyār svīkār hō .
156Lots and lots of love and remembrance to all.
138Double vidēśhī : abhī tō bahut achchhā saṅgaṭhan vidēśh vālō̃ kā dikhāī dē rahā hai .
157Doubleforeigners:The gathering of those from abroad is looking very good.
139Bāpdādā kō vidēśhiyō̃ kō dēkh bāpdādā kā title kō spaṣhṭ kiyā hai , yah dēkh khuśhī hai kyōṅki jab tak bhārat key|kī sēvā thī tō viśhva sēvādhārī kā title nahī̃ rakh saktē thē lēkin vidēśh key|kī sēvā K|kē kāraṇ bāp kā nām viśhva sēvak kā siddha hō gayā .
158You foreigners have made thetitleof BapDada very clear, and on seeing this, BapDada is very happy to see this because, while only Bharat was being served, Baba could not have thetitleof being the World Server, but, because of the service done abroad, the Father'stitleof being the World Server was proved.
140Aur vidēśhiyō̃ key|kī ēk viśhēṣhtā bāpdādā kō majority key|kī achchhī lagī , vah hai pahlē vah apnā culture badalnē mē̃ muśhkil māntē thē lēkin abhī key|kī result mē̃ sab brāhmaṇ kalvar K|kē ādatī hō gayē haĩ .
159And one speciality that BapDada liked of themajorityof foreigners was that earlier, they used to think it was difficult for them to change theirculture, but upon seeing theresultnow, all are accustomed to Brahminculture.
141Parivartan śhakti achchhī dikhāī hai .
160You have shown good power of transformation.
142Iskē liē bāpdādā sabhī double vidēśhiyō̃ K|kē sthān K|kē bachchō̃ kō mubārak dē rahē haĩ .
161For this, BapDada is giving congratulations to all the children of all the places ofdoubleforeigners.
143Tō chārō̃ ōr K|kē vidēśhī apnē apnē area key|kī bhī sēvā mē̃ baṛh rahē haĩ .
162All you foreigners abroad are expanding service in your ownareas.
144Chhōṭē-chhōṭē sthān taraph bhī attention dē rahē haĩ . 145Aur sva-unnati kē liē attention hai aur āpas mē̃ jō programme banātē haĩ , madhuban mē̃ meeting kā yah bhī bāpdādā kō pasand hai .
163You are also payingattentionto the smaller places and you also haveattentionon your self-progress. 164BapDada also likes theprogrammesthat you make of havingmeetingsamongst yourselves in Madhuban.
146Abhī bhī itnē sab āyē haĩ tō bāpdādā ēk-ēk bachchē kō dēkh khuśh hōtē haĩ aur sabhī brāhmaṇ bhī bāp kē sāth yah gīt gātē haĩ vāh double puruṣhārthī vāh !
165Even now, so many have come and BapDada is pleased to see each and every child. 166All Brahmins are also singing the song with the Father: Wahdoubleeffort-makers! wah!
147Bāpdādā santuṣhṭ hai aur āp bhī santuṣhṭ maṇiyā̃ āgē baṛh rahē haĩ , baṛhtē rahē̃gē , ōm śhānti .
167BapDada is content that all of you jewels of contentment are also moving forward and will continue to move forward.
148Abhī jō saṅgaṭhan āyā hai vah bhī planning achchhī banā rahē haĩ .
168Om Shanti. 169The gathering that has come now is making very goodplans.
149Apnī sthiti aur sēvā key|kī vr̥iddhi dōnō K|kē plan bāpdādā kē pās haĩ .
170BapDada has bothplansfor your own stage and also for expansion of service.
150Attention hai aur āgē baṛhnē kā umaṅg bhī hai .
171You are paying attentionand also have the enthusiasm to move forward.
151Tō bāpdādā khuśh hai , khuśh hai , khuśh hai .
172BapDada is happy, happy, happy.
152Achchhā .
173Achcha.
153Chārō̃ ōr K|kē bachchē chāhē India K|kē haĩ , chāhē vidēśh K|kē haĩ , chārō̃ ōr K|kē bachchē bāpdādā dēkh rahē haĩ kitnē umaṅg utsāh sē time kā badlī|badalī hōtē bhī pyār sē miltē rahtē haĩ .
174All the children from everywhere, whether fromIndiaor abroad, BapDada is seeing all the children everywhere - with how much zeal and enthusiasm you continue to meet the Father with love in spite of thetimedifference.
154Time kā antar hōtē bhī umaṅg sē ātē haĩ isliē bāpdādā khuśh hai .
175In spite of thetimedifference, they come with enthusiasm and this is why BapDada is pleased.
155Progress bhī hai aur progress hōtā rahēgā yah vardān bāpdādā dē rahē haĩ .
176There isprogressand BapDada is giving the blessing that there will continue to beprogress.
156Achchhī sēvā kar rahī hai , janak bachchī nimitt hai .
177You are doing very good service: Janak child is the instrument.
157Attention achchhā dē rahī hai .
178You are paying goodattention.
158Sāthī bhī jō nimitt haĩ vah bhī bāpdādā nē dēkhā cum|kam nahī̃ haĩ .
179BapDada also saw that your companions who are instruments are no less.
159Tō jō bhī nimitt haĩ un sabkō viśhēṣh yādpyār bāpdādā dē rahē haĩ aur miltā bhī rahēgā .
180BapDada is giving special love and remembrance to all those who are instruments and will continue to receive them.
160Ratan mōhinī dādī sē : āp jimmēvārī sē kar rahī hō , uskā phal āpkō jaldī milēgā .
181To Ratanmohini Dadi: You are doing everything with responsibility. 182You will soon receive the fruit of that.
161Bāpdādā khuśh hai .
183BapDada is pleased.
162Dādī jānkī sē : sab kuchh kar rahī hō .
184To Dadi Janki:You are doing everything.
163 ( Gulzār dādī bahut achchhī hai ) āpas mē̃ phraiṇḍas achchhē haĩ .
185(Gulzar Dadi is very good.) 186You are very goodfriends. 187Mohiniben:Congratulations.
164Mōhinī bahan : mubārak hō .
188(Next time I will come running.)
165 ( aglī bārī dauṛkar āyēgī ) hōgā , kōī baṛī bāt nahī̃ hai .
189It will happen, it is not a big thing. 190(She gave BapDada a bouquet of flowers.)
166 ( bāpdādā kō guldastā diyā ) ham āpkō dētē haĩ .
191I am giving it to you. 192To Nirmal Shanta Dadi:You smile very well.
167Nirmal śāntā dādī sē : bahut achchhā muskarātī hai .
193You have the power of service and are eating the fruit of your efforts.
168Sēvā kā bal aur apnē puruṣhārth kā phal khā rahī hō .
194You are doing very well. 195Look at your zone.
169Achchhā kar rahī hō . 170Zone dēkhā zone sē milī .
196Did you meet yourzone?Yes, you must meet yourZone.
171Hā̃ zone sē milnā .
197Dr. 198Gupta ji: It is good.
172Ḍô . guptājī sē : achchhā hai , sēvā mānā mēvā .
199Service means the fruit. 200It is not service, but the fruit.
173Sēvā nahī̃ hai mēvā hai .
201Nirwair Bhai:You have performed wonders.
174Nirvair bhāī sē : kamāl kī hai .
202Your courage and the Father's help. 203Achcha.
175Āpkī himmat , bāp key|kī madad . 176Achchhā .
204Brijmohan Bhai:(We are holding a bigprogrammein Delhi.
177Br̥ijmōhan bhāī : ( dillī mē̃ baṛā programme kar rahē haĩ , ham chāhtē haĩ dōnō̃ dādiyā̃ āvē̃ , samāchār āyā hai ki us samay tūphān ānē vālā hai , ham vahā̃ tent lagā rahē haĩ ) drama kō dēkhō , sākṣhī hōkē aur sab niśhchint rahō .
205We would like both Dadis to come. 206We have heard the news that there is going to be a big storm at that time and we are putting up tents there.) 207Watch thedramaas a detached observer and remain carefree. 208Whatever is to happen will happen, but you will remainsafe.
178Jō hōnā hōgā vah hōgā , lēkin āp safe rahnā .
209You know about it in advance and so make your arrangements accordingly.
179Pahlē sē hī patā hai nā tō prabandh kar lō .
210(Shantiben is not well and has sent remembrances.)
180 ( śhānti bahan bīmār hai unhōnē yād dī hai ) uskō khās bāpdādā key|kī taraph sē yādpyār dēnā .
211Give her special love and remembrance on behalf of BapDada. 212(Rukhmani Dadi has also sent remembrance) She has served Delhi well.
181 ( rūkmaṇī dādī nē bhī yād dī hai ) dillī key|kī achchhī sēvā kī hai , unhē̃ bhī yād dēnā .
213Also give her Baba's remembrance. 214(Ashaben and her companions are doing very good service.)
182 ( āśhā bahan tathā sāthī bahut achchhī sēvā kar rahē haĩ ) sēvā mē̃ umaṅg tō sabhī kā achchhā hai , sabhī miljulkar kar rahē haĩ iskī bhī mubārak hai .
215Everyone has good enthusiasm for service. 216Everyone is doing everything together and congratulations for that. 217(Any inspirations for the big programme?)
183 ( baṛē programme kē liē prērṇā ) prērṇā yahī hai ki jō bhī āyē vah kuchh lēkē jāyē .
218Baba's inspiration is that anyone who comes should go back having taken something with them.
184Kyā lēkē jāvē ?
219What should they take with them?
185Vāyumaṇḍal sē śhānti K|kē vibration , āgē baṛhnē K|kē vibration lēkē jāvē .
220The vibrationsof peace from the atmosphere. 221They should go back with thevibrationsof making progress.
186Suntē tō hai haĩ achchhā tō lagtā hai lēkin achchhā bannē key|kī prērṇā lēkē jāyē .
222They listen to everything and they like it, but they should now go back with the inspiration to become good.
187Kōśhiśh tō yahī hai .
223This is what we are trying to do.
188Ramēśh bhāī sē : āpkī bhī service kā bāpdādā suntē haĩ , achchhā kar rahē hō aur chaltā rahēgā jō plan banā rahē haĩ nā vah practical mē̃ kartē-kartē baṛhtā rahēgā .
224To Ramesh Bhai:BapDada also hears about yourservice. 225You are doing well and that will continue. 226Theplansthat you are making as you continue to do everythingpracticallywill continue to increase.
189Bāpdādā sabhī kō yādpyār dē rahē haĩ , sabhī kō pahuñchānā .
227BapDada is giving everyone love and remembrance: convey these to everyone.
190Achchhā hai .
228It is good.
191Bāpdādā nē dēkhā service kā umaṅg chārō̃ ōr achchhā chal rahā hai .
229BapDada saw that there is very good enthusiasm forservice everywhere.
192Abhī sirph ismē̃ addition hō ki jō bhī programme hōtā hai unsē vāris banē̃ , sahyōgī banē̃ aur unhō̃ kō āgē kanaikśan rakh K|kē baṛhātē chalē̃ .
230Now, there should be just thisaddition: Heirs and co-operative souls should emerge from all theprogrammesthat you have, and by keeping connectionwith them in the future, enable them to move forward.
193Jab vah āgē baṛhē haĩ tō unkē pīchhē unkō āgē baṛhātē jāō , baṛh jāyē̃gē .
231As they move forward, enable them to move further forward. 232Continue in this way and they will move forward.
194Bhūpāl bhāī sē : sab achchhā chal rahā hai .
233Bhopal Bhai:Everything is moving along fine.
195Mr̥tyuñjay bhāī nē bāpdādā kō sunāyā ki bhōpāl K|kē vāis chancellor nē vahā̃ key|kī university mē̃ value education śhurū karnē K|kē memorandum par sign kiyā hai : achchhā , umaṅg-utsāh dikhāyā hai .
234Mrutyunjaya Bhai related to BapDada that the Vice chancellor of the University in Bhopal has signed a memorandum to start value-based education. 235He has shown good zeal and enthusiasm.
196Bāpdādā nē bhī sunā aur uskī pahlē sē hī mubārak dē rahē haĩ .
236BapDada also heard about this and is giving congratulations in advance.
197Anēk ātmāō̃ kā kalyāṇ hōgā .
237Many souls will benefit.
198Bāpdādā nē akōlā centre kā udghāṭan button dabākar kiyā : sabhī kā umaṅg achchhā hai .
238BapDada remotely inaugurated the Akola centre by pressing a remote button:Everyone has good enthusiasm.
199Jahā̃ umaṅg utsāh hai vahā̃ vr̥iddhi avaśhya hai .
239Where there is zeal and enthusiasm, there is definitely progress in that.
200Ēkamōḍēśan K|kē sēvādhārī bhāīyō̃ sē : bahut achchhā sambhālā .
240Brothers serving in the accommodation department:You have taken care very well.
201Sabhī santuṣhṭ haĩ , kōī key|kī bhī complain nahī̃ hai , yah dhyān achchhā rakhā hai , iskī mubārak hō .
241All are content. 242No one hascomplained; you have paid attention to this very well.
202Kuñjadādī bīmār haĩ , ahamadābād mē̃ haĩ : uskō viśhēṣh bāpdādā key|kī taraph sē ṭōlī bhējnā .
243Congratulations for this. 244Kunj Dadi is not well and is in Ahmedabad:Specially send toli to her from BapDada.
203Himmat vālī hai bāp key|kī bhī madad hai .
245She has courage and has the Father's help.
204Pahlē thōṛā dūradūr rahī hai nā tō baṛh rahī hai .
246Previously, she remained at a distance and so that increased.
205Sambhālnē vālē itnē hōśhiyār nahī̃ haĩ .
247Those who were looking after her were not so clever.
206Abhī yahā̃ ( ahamadābād ) āī haĩ nā , ṭhīk hō jāyēgī .
248Now that she has come here (Ahmedabad), she will be fine.
207Nēhā bahan sē : ( sabhī key|kī bahut pyār sē sēvā kartī hai ) āpkī sēvā sē bāpdādā bhī santuṣhṭ hai .
249Nehaben:(She serves everyone with a lot of love.) 250BapDada is also pleased with your service.
208Tō apnē kō santuṣhṭamaṇi samajhnā .
251So, consider yourself to be a jewel of contentment.
209Āpkā title hai hī santuṣhṭamaṇi .
252Yourtitle is: A jewel of contentment.
210Ōm śhānti .
253* * * * O M S H A N T I * * * *