शुक्रवार 15 नवंबर 2013 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> > 15-11-13 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 15-11-13 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

1“ kōī bhī bāt āyē usē bāp kō dēkar āp muskarātē rahō ”

1No matter what situation arises, give that to the Father and continue to smile.

2Sabhī khuśhnumā bachchō̃ kō dēkh bāpdādā bahut-bahut khuśh hō rahē haĩ .

2Seeing all the happy children, BapDada is very pleased.

3Vāh mērē khuśhnasīb , khuśhnumā bachchē vāh .

3Wah! my fortunate children, my happy children, wah!

4Sabhī K|kē dil mē̃ bāpdādā samāyā huā hai .

4BapDada is merged in everyone's heart.

5Her|har bachchē K|kē chēhrē sē snēh key|kī khuśbū ā rahī hai .

5The fragrance of love is emerging from every child's face.

6Sadā her|har bachchā khuśh ābād rahnē vālī ātmāyē̃ hai .

6All the children are souls who remain constantly happy and prosperous.

7Bāpdādā ēk-ēk bachchē key|kī muskarātī huī sūrat kō dēkh khuśh hai .

7Seeing the smiling faces of each and every child, BapDada is pleased.

8Sadā aisē hī muskarātē khuśhī mē̃ nāchtē baṛhtē chalō , baḍhātē chalō . 9Her|har bachchē K|kē mastak mē̃ bāpdādā chamaktē huē sitārē kō dēkh rahē haĩ .

8Constantly smile in the same way, dance in happiness and continue to move forward and enable others to move forward. 9BapDada is seeing a sparkling star on the forehead of each child.

10Achchhā .

10Achcha.

11Āz sarv bachchō̃ key|kī yād kī ākarṣhaṇ bāpdādā kō pahuñch rahī hai .

11Today, the attraction of all the children's remembrance is reaching BapDada.

12Sadā khuśh hai aur sadā khuśh rahē̃gē .

12You are constantly happy and will always remain happy.

13Kōī bhī bāt āyē , bāt bāp kō dē dō aur āp muskarātē rahō .

13Whatever situation arises, hand it over to the Father and you continue to smile.

14Achchhā .

14Achcha.

15Āj śharīr K|kē kāraṇ sabhī bachchō̃ kō āhūvān sē bāpdādā sabsē milan manā rahē haĩ .

15Inspite of the condition of the body, today, BapDada is celebrating a meeting because of the invocation of all the children.

16Achchhā .

16Achcha.

17Āj śharīr K|kē kāraṇ chhōṭī see|sī|C mulākāt hō rahī hai .

17Today, because of the condition of the body, it is a short meeting.

18Chārō̃ aur K|kē bachchē sun bhī rahē haĩ aur nayanō̃ sē milan bhī manā rahē haĩ .

18All the children everywhere are listening and also celebrating a meeting through the eyes.

19Bāpdādā bachchō̃ K|kē milan kō dēkh kitnē khuśh hōtē haĩ , vah har ēk bachchā jān saktē haĩ .

19Seeing the meeting of the children, BapDada is so pleased! 20Each of you children can know this.

20Achchhā . 21Āj kā group biśēṣ jō āyē haĩ , hāth uṭhāō , ( karnāṭak zone K|kē sēvādhāriyō̃ sahit 15 hajār bhāī bahinē̃ āyē haĩ ) jō abhī āyē haĩ .

21Achcha.The group that has especially come for this meeting, today, raise your hands! 22(15,000 brothers and sisters including serviceable souls from the Karnataka Zone have arrived.)

22Sabhī kō mubārak hai , mubārak hai , mubārak hai .

23All those who have come this time, congratulations, congratulations, congratulations.

23Achchhā .

24Achcha.

24Bāpdādā chārō̃ aur K|kē bachchē jō chātrak hō sun rahē haĩ dēkh rahai haĩ un sabhī kō bahut bahut yād pyār dē rahē haĩ .

25BapDada is giving lots and lots of love and remembrance to all the children everywhere who are, like chatrak birds, listening and also seeing.

25Āp sabhī kō tō sanmukh yādpyār mil rahā hai .

26All of you (sitting here) are receiving direct love and remembrance.

26Lēkin chārō̃ aur K|kē bachchē bahut snēh pūrvak āśh lagākar baiṭhtē haĩ .

27However, all the children everywhere sit with a lot of love, that is, with great hope.

27Un āśhā rakhnē vālē bachchō̃ kō jaisē bachchē dēkh rahē haĩ vaisē bāpdādā bhī dēkh rahē haĩ .

28For all those children who have great hope, just as the children are seeing, BapDada is also seeing them.

28Sabhī sē bāpdādā nayanō̃ kā milan manā rahē hai .

29BapDada is celebrating a meeting through the eyes with everyone.

29Achchhā .

30Achcha.

30Nimitt banē huē chāhē pāṇḍav haĩ , chāhē śhaktiyā̃ hai , sabhī sahyōgī aur snēhī ban apnā apnā kārya kar rahē haĩ aur kartē rahē̃gē .

31All those who have become instruments, whether Shaktis or Pandavas, everyone is carrying out their task while being loving and co-operative and will continue to do so.

31 ( mōhinī bahan , Munnī bahan 7 din kē liē Dubai jā rahē hai ) banāyā hai tō jānā hī hai .

32(Mohiniben and Munniben are going to Dubai for seven days.) 33The programme has been made and so you have to go.

32 ( āpkī madad tō chāhiē ) madad dēnē kē liē bandhā huā hai .

34(We need Your help.) 35Baba is bound to give help.

33 ( dādī jānkī jī nē vidēśh K|kē bahinō̃ key|kī yād dī|the )

36(Dadi Janki gave Baba remembrances of the sisters from abroad.)

34Jinhōnnē bhī yādpyār bhējā hai un sabkō bāpdādā daṣṭi dētē huē yādpyār dē rahē̃ haĩ .

37All those who have sent love and remembrance, BapDada is giving them love and remembrance while giving them drishti.

35Ōm śhānti .

38* * * * O M S H A N T I * * * *