शनिवार 30 नवंबर 2013 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> > 30-11-13 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 1Prāṇapyārē avyakt bāpdādā K|kē ati snēhī , sadā avyakt milan key|kī chātrak ātmāyē̃ , bāpdādā K|kē pyār mē̃ samāī huī , saṅgamyugī sarvaśhrēṣhṭha brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ bhāgyavān ātmāyē̃ , īśhvarīy snēh sampann madhur yād svīkār karnā jī . 2Bād samāchār - āj 30 November , 2013 kō avyakt milan K|kē U|you . pī|P . sēvā turn mē̃ bhārat tathā vidēśh sē lagbhag 15000 bhāī bahinē̃ apnē śhāntivan mē̃ pahũchē huē haĩ . 3Drama key|kī kalp pahlē key|kī nūndh pramāṇ āj avyakt bāpdādā kā milan , vyakt mē̃ dādī Gulzār jī K|kē dvārā hōnā thā , lēkin operation kē bād dādī jī kō kāphī kamzōrī mahsūs hō rahī thī isliē mumbaī sē ābū ānā nahī̃ huā .

0> > 30-11-13 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

4Āj sabhī amr̥itvēlē sē bāpdādā key|kī yādō̃ mē̃ khōyē huē thē . 5Bahut achchhā śhānt avyakt vātāvaraṇ thā . 6Śhām kō 4 bajē sē diamond hall|hāl mē̃ sabhī avyakt sthiti dvārā avyakt milan key|kī anubhūti kē liē pahũch gayē .

1Beloved Avyakt BapDada's deeply beloved, chatrak souls who are constantly thirsty for an avyakt meeting, those who are merged in BapDada's love, the most elevated confluence-aged fortunate decoration of the Brahmin clan, please accept hearty love-filled remembrance and greetings.

7Pahlē sūrya bhāī nē viśhēṣh yōg kamēnṭrī kē sāth avyakt anubhūtiyō̃ kē prati apnī prērṇāyē̃ dī|the .

2Today, 30thNovember 2013, nearly 15,000 brothers and sisters from UP and foreign lands have arrived in Shantivan for the avyakt meeting.

8Phir 6 sē 7 bajē tak bahut śhaktiśhālī yōg chalā tathā avyakt bāpdādā key|kī revise murlī sabhī nē sunī va video dvārā dēkhī .

3According to what is fixed in the drama in the previous cycle, there was supposed to have been a meeting with Avyakt BapDada through the chariot of Dadi Gulzar in the corporeal form.

97 bajē sabhī dādiyā̃ mukhya bhāī bahinē̃ stage par āyē , uskē paścāt mumbaī mē̃ Gulzār dādī nē bāpdādā kō bhōg svīkār karāyā ( video kônphrēsiṅg dvārā sabhī nē pūrā dr̥iśhya dēkhā ) phir sabhī kē prati Gulzār dādī nē bāpdādā kā sandēśh sunāyā - ḥ

4However, after her operation, Dadiji is experiencing a lot of weakness and was therefore unable to come to Abu from Mumbai. 5Today, everyone was lost in remembrance of BapDada from amrit vela. 6There was a very beautiful peaceful and avyakt atmosphere. 7From 4pm this afternoon, all have come to the Diamond Hall to experience an avyakt meeting through their avyakt stage.

10Ōm śhānti . 11Āp sabkī yādpyār lētē huē maĩ bābā kē pās vatan mē̃ pahũchī .

8First of all, Suryabhai shared his inspirations on having avyakt experiences through yoga commentaries.

12Bābā apnē kamrē mē̃ gaddī par baiṭhē thē aur maĩ jab bābā K|kē sāmnē gaī tō bāpdādā nē bahut mīṭhā muskurātē milan manāyā aur kahā āō mērē dil kā hār , āj kiskī yād lāī hō  ?

9Then, there was powerful conducted meditation from 6-7pm and, thereafter, everyone heard and saw a revised avyakt murli. 10At 7pm, all the Dadis and senior brothers came onto the stage and, at this point, Dadi Gulzar offered bhog to BapDada in Mumbai.

13Mainnē kahā bābā āj tō āpkē sikīladhē yū pī vālē bachchē āpsē milan manānē āyē haĩ .

11(Everyone saw this whole scene through video conferencing.) 12Then Dadi Gulzar shared BapDada's message with everyone:

14Tō aisē lagā jaisē bāpdādā apnē kamrē mē̃ baiṭhē huē bhī vahā̃ nahī̃ haĩ .

13Om Shanti. 14Today, carrying everyone's love and remembrance, I went to Baba in the subtle region.

15Jaisē bābā sabhī bachchō̃ kō bahut-bahut mīṭhī-mīṭhī dr̥iṣhṭi dētē milan manā rahē thē aur baiṭhē huē sab bachchē bahut-bahut pyār sē milan manā rahē thē . 16Phir bābā bōlē , sabhī bachchē bāpdādā K|kē dil K|kē hār hō .

15Baba was sitting on a gaddi in his room, and when I came in front of Baba, He celebrated a beautiful meeting with me with a sweet smile and said: Come, the garland of my heart, whose remembrance have you brought today?

17Bābā jab har ēk bachchē kō dr̥iṣhṭi dē rahē thē , tō dr̥iṣhṭi dētē huē aisā lagā jaisē bābā ēk-ēk kō jiskō bhī dēkh rahē haĩ nā , unsē kuchh bōl rahē haĩ .

16I said: Baba, today, your long-lost and now-found children from UP have come to celebrate a meeting. 17It felt as though, while sitting in his room, BapDada was not there.

18Ham tō vah nahī̃ sun sakī lēkin bābā key|kī jō sūrat aur mūrat hai , vah ēk-ēk kō jaisē galē bhī lagā rahē haĩ lēkin galē lagātē huē jaisē apnē mē̃ samā rahē haĩ .

18Baba was celebrating a meeting with all the children while giving them very sweet drishti and all the children sitting there were also celebrating a meeting with BapDada with a lot of love.

19Yah scene pahlē dēkhī . 20Phir bābā bōlē , bachchō̃ kā bāp sē pyār aur bāp kā bachchō̃ sē pyār yah bhī saṅgamyug kā viśhēṣh bhāgya hai .

19Then Baba said: All of you children are the garland of BapDada's heart. 20When Baba was giving each child drishti, it felt as though Baba was saying something individually to each one He saw.

21Bāp her|har bachchē kō dēkh chāhē last hai , chāhē first hai lēkin bāpdādā her|har bachchē kō aisē dēkh rahē thē jaisē kōī apnī chīz hōtī hai tō uskō kitnē pyār sē dēkhtē haĩ , hāth sē aisē pyār kartē haĩ .

21I was not able to hear that, but, seeing Baba's face and image, it felt as though Baba was embracing each one and while embracing each one, was merging each one in Him. 22I first saw this scene.

22Aisē bābā bhī jaisē ēk-ēk kō dr̥iṣhṭi dvārā hī aisē pyār kar rahā thā , jaisē rūbarū pyār kar rahā hai aur sabhī kō feeling bhī jō ā rahī thī , vah yahī ā rahī thī jaisē bābā hamsē sammukh mil rahē haĩ . 23Sabkē nayanō̃ mē̃ pānī bharā huā thā . 24Girtā nahī̃ thā lēkin samāyā huā thā .

23Then, Baba said: The children's love for the Father and the Father's love for the children is the special fortune of the confluence age. 24Seeing each child, whether he is the first one or the last one, BapDada was seeing the children as though He was looking at something belonging to Him with a lot of love.

25Ham bhī dēkh rahē thē , bābā kaisē ēk-ēk bachchē sē milan manā rahē haĩ .

25He was giving them a lot of love by massaging each one with His hands.

26Uskē bād bābā nē bōlā , dēkhō bachchē saṅgamyug par bāp kā part chal rahā hai lēkin jānnē vālē āp sikīladhē bachchē haĩ aur ēk-ēk kō bābā number-vār aisī mīṭhī dr̥iṣhṭi dē rahē thē jaisē ēk-ēk sē kuchh bāt kar rahē haĩ .

26In the same way, Baba was giving so much love to each one through His drishti, as though He was giving that love personally and everyone was also having that feeling as though Baba was meeting them personally. 27Everyone's eyes had become moist.

27Tō hamnē bābā kō kahā bābā āp tō bātē̃ kar rahē haĩ lēkin ham tō suntē nahī̃ .

28There weren't any tears, but the eyes had become moist. 29I was seeing how Baba was celebrating a meeting with each child.

28Tō bābā nē kahā , yah jō āyē huē bachchē haĩ nā , unhō̃ K|kē dil kā āvāj , dil key|kī āśh bābā hī jānē .

30After that, Baba said: Look children, at the confluence age, it is the Father's part that is being enacted and you long-lost and now-found children know this.

29Ēk-ēk bachchā dēkhō , bābā kō kaisē dēkh rahā hai . 30Jaisē kōī pyāsī hōtā hai .

31Baba was giving each child sweet drishti, numberwise, as though He was saying something to each one individually.

31Bābā bōlē , dēkhō drama mē̃ yah bhī nūndhā huā thā lēkin har ēk bachchē K|kē dil kā samāchār bābā jānē , aur kōī nahī̃ jān saktē .

32Then I said to Baba: Baba, You keep saying things to us, but we don't listen. 33Baba said: Only Baba knows the sound of the heart and the hopes in the hearts of the children who have come.

32Bābā jānē ēk-ēk bachchē K|kē dil mē̃ abhī kyā chal rahā hai  !

34Just see how each child is looking at Baba, just like someone thirsty.

33Bāp khuśh bhī hōtā hai ki har ēk bachchē kā bāp sē kitnā jigrī pyār hai aur bāp kā tō hai hī .

35Baba said: Look, this was also fixed in the drama, and Baba knows the state of each one's heart. 36No one else can know this.

34Bābā nē kahā dēkhō , bābā kā pyār nahī̃ hōtā tō āp lōgō̃ kō kahā̃ sē ḍhū̃ṛhā , kōī foreign sē āyā hai , kōī India K|kē bhinn-bhinn sthānō̃ sē . 35Sabkō bābā nē ḍhū̃ṛhā nā .

37Baba knows what is happening in each one's heart. 38Baba is pleased to see how much deep love from the heart each child has for the Father. 39Baba said: Look, if it weren't for Baba's love, He wouldn't have found you.

36Tō itnā bābā kā pyār hai jō mērē bachchē gum hō gayē thē , unkō ḍhūṇḍh karkē apnē pās|pass bulā liyā .

40Some have come from abroad, and others from the different states of Bharat. 41Baba found everyone, did He not?

37Aisē kahtē bābā dr̥iṣhṭi dētē gayē , sabhī suntē huē jaisē pyār mē̃ samāyē huē thē .

42Baba has so much love that He has found the children who had become lost and called them to Him.

38Uskē bād bābā nē kahā bachchī mainnē āyē huē group mē̃ ēk-ēk kō dr̥iṣhṭi bhī dī hai aur hōvanhār bachchē kah karkē yādpyār bhī diyā hai .

43Having said this, Baba continued to give drishti and, calling each one a child who will definitely become something, gave them love and remembrance. 44Baba does not leave anyone alone.

39Bābā chhōṛtā nahī̃ hai , jaisē bachchē bābā kō chhōṛtē nahī̃ haĩ , vaisē bābā bhī bachchō̃ K|kē pyār kō chhōṛtē nahī̃ haĩ aur bābā dēkh rahā hai ki āyē huē jō bachchē haĩ , unhō̃ K|kē dil mē̃ double bātē̃ chal rahī haĩ .

45Just as little children do not leave their father, in the same way, Baba does not leave aside the children's love. 46Baba saw that two things were happening in the hearts of the children who have come.

40Ēk tō pyār ā rahā hai bas bābā milā , bābā milā , kyōṅki scene dēkh rahē haĩ . 41Aur dūsrī bāt yah hai ki samajh bhī rahē haĩ ki ham āyē haĩ , bābā kahā̃ hai , maĩ kahā̃ hū̃ .

47Firstly, there was the feeling of the love of having found Baba, "I have found Baba", and, secondly, the understanding that we have come here but where is Baba and where am I?

42Lēkin ēk-ēk kā pyār bāp K|kē dil mē̃ samā gayā hai .

48However, each one's love became merged in the Father's heart.

43Aisē bābā nē bōlā phir mērē kō kahā bachchī abhī samay hō gayā hai isliē jānā tō hōgā hī .

49Baba said this and then said to me: Child, it is now time and so you definitely have to go back.

44Dēkhō , bābā nē apnē ēk-ēk sikīladhē bachchē kō kahā yah bhaṭṭhī mē̃ āyē haĩ nā . 45Tō bābā ēk-ēk kō bhaṭṭhī kā tilak lagātā hai .

50Baba then said to each of His long-lost and now-found children: You have come to this Bhatti and so Baba is applying a tilak for the Bhatti on each one of you.

46Tō bābā nē tilak lēkē khaṛē hōkar jaisē ēk-ēk K|kē mastak mē̃ vah tilak lagāyā .

51Baba took a tilak, stood up and then put the tilak on each one's forehead.

47Bābā nē kahā āpkī bhaṭṭhī kā udghāṭan hō gayā .

52Baba then said: Your Bhatti has now been inaugurated.

48Phir jō nayē āyē haĩ unhō̃ kō bhī bābā nē viśhēṣh pyār diyā .

53Then Baba gave special love to the new ones who have come. 54Who are the new ones who have come here today?

49Āj kaun āyē haĩ nayē  !

55(New brothers and sisters stood up.)

50 ( nayē bhāī bahinō̃ kō khaṛā kiyā ) nayē bachchē tō bābā K|kē bahut sikīladhē haĩ .

56New children are very much long-lost and now-found beloved children for Baba.

51Bābā unhē̃ sikīladhā , sikīladhā kahtē haĩ .

57Baba calls them the long-lost and now-found ones.

52Tō bābā nē āp ēk-ēk bachchē kō bahut mīṭhī dr̥iṣhṭi dī|the aur yādpyār bhī diyā aur kahā ēk-ēk bachchē kō mērī taraph sē aisē ( bhākī ) karkē yādpyār dēnā .

58Baba gave each one a very sweet smile, He gave love and remembrance and said: Give each one My love and remembrance by embracing each one on my behalf.

53Sabhī kō bāp key|kī taraph sē bhākī pahan rahē haĩ kyōṅki hamnē vahā̃ dēkhā , tō maĩ yahā̃ hī kar saktī hū̃ .

59So I am embracing each one of you on behalf of the Father because I saw it there, but it is only here that I can do it.

54Tō sabhī kō bāp key|kī taraph sē mīṭhī mīṭhī bhākī . 55Hailō .

60So, a very, very sweet embrace to each one from the Father.

56Hamārī mīṭhī dādī jānkī bhī baiṭhī haĩ , ratanmōhinī dādī bhī baiṭhī haĩ .

61Hello, my sweet Dadi Janki is also sitting there. 62Dadi Ratanmohini too is sitting here.

57Madhuban vālē bhī sabhī bahut snēh mē̃ baiṭhē haĩ .

63Madhuban residents are also sitting here with a lot of love.

58Vah śhaklē̃ unkī bōl rahī haĩ .

64Their faces are speaking for them.

59 ( dādī jānkī nē kahā ) dādī kyā batāū̃ , bābā wonderful hai , āp bhī cum|kam nahī̃ hō .

65Dadi Janki:Dadi, what can I say? 66Baba is wonderful and you are no less.

60Kaisē bhī karkē āpnē hamārē dil key|kī bhāvnā kō , pyār kō bābā kē pās lēkar gaī aur bābā nē hamārē sāth pyār sē milan manāyā .

67No matter how, you took the feelings of my heart to Baba, you took my love to Baba and Baba celebrated a meeting with me with a lot of love.

61Bābā kahtā drama mē̃ jō hō rahā hai , us sabmē̃ kalyāṇ hai .

68Baba says: Whatever is happening in the drama, there is benefit in that.

62Ham kahtē bābā āp kitnē mīṭhē pyārē hō .

69I said: Baba, You are so sweet and lovely.

63Bābā mīṭhā hai aur hamkō mīṭhā banānē kē liē itnī mīṭhī bātē̃ sunākar hamkō mōh lētā hai , śhānt kar dētā hai .

70Baba is sweet and in order to make us sweet, He tells us the sweet things in His heart and wins us over and quietens us completely.

64Dādī āpnē bābā kā sandēśh sunākar hamārē dil kō tākat dē dī .

71Dadi, by sharing Baba's message with us, you have given strength to my heart.

65Abhī dādī kyā batāū̃ dil kā hall|hāl .

72Dadi, what can I tell you about the condition of my heart?

66Āp bāmbē mē̃ baiṭhī haĩ .

73You are sitting in Mumbai.

67Āp vahā̃ baiṭhē bhī bābā kō chhōṛā nahī̃ , hamnē bhī nahī̃ chhōṛā .

74Look, while sitting there, you didn't leave Baba alone and neither did I.

68Bābā kō pyār karō nā .

75Simply love Baba.

69 ( Gulzār dādī ) sabhī pyār dē rahē haĩ , vah bābā dēkh rahē haĩ .

76Dadi Gulzar:Everyone is giving you love, Baba is seeing that.

70Bābā kē sāth āp bhī sāth-sāth yād rahtī haĩ .

77Together with Baba, I also remember you.

71Mōhinī bahan āp bahut achchhī tarah sē apnē kō ṭhīk ṭhāk karkē baiṭhī haĩ .

78Mohiniben, I am sure you have made yourself all right and are sitting here very well.

72Ham āpkī tabiyat mē̃ āgē baṛhtē baṛhtē dēkh bahut khuśh hōtē haĩ .

79Seeing you progressing in your health, I am very, very pleased.

73Jindā rahō , ābād rahō .

80Stay alive and be prosperous.

74Nirvair bhāī nē mumbaī sē sabkō yād dī|the  : ōm śhānti .

81Brother Nirwair sent remembrances to everyone from Mumbai:Om Shanti.

75Sabhī bahinō̃ aur bhāīyō̃ kō ōm śhānti .

82Om Shanti to all brothers and sisters.

76Jō sabhā mē̃ upasthit haĩ jō dēśh vidēśh mē̃ sun rahē haĩ sabkō ōm śhānti .

83Om Shanti to all who are in the gathering and all who are listening in this land and abroad.

77Dādī āpkā śhubh saṅkalp bābā nē sunā aur dādī jī kō aisī himmat bhī dē dī , svāsthya bhī dē diyā jō dādī khās taiyār hō karkē yahā̃ āpkē sāmnē ā gaī .

84Dadi, Baba heard your pure thought and gave such courage to Dadiji and also gave good health that Dadi was able to get ready and be present in front of everyone.

78Bahut achchhā lag rahā hai , sabhī bhāī bahinō̃ kō dēkh karkē . 79Jō āyē haĩ unkō dēkh karkē .

85It feels very good to see all the brothers and sisters and to see all those who have come.

80Īśhvarīy parivār kitnā viśhēṣh parivār hai . 81Īśhvarīy parivār kā saṅgaṭhan kitnā viśhēṣh hai .

86This Godly family is such a special family and the gathering of the Godly family is so special.

82Is saṅgaṭhan K|kē phal svarūp hī sārē viśhva kā kalyāṇ hōnā hai , yahī bābā bachchō̃ sē chāhtē haĩ .

87It is as a result of this gathering that the whole world is to benefit and this is what Baba thinks of the children.

83Tō sabhī kō mubārak hō , mubārak hō .

88So, congratulations to everyone.

84Karūṇā bhāī kō viśhēṣh thanks jō yahā̃ bhāīyō̃ kō bhējā jō ham yahā̃ sē mil rahē haĩ . 85Dādī jānkī nē kahā  : śhukriyā āpkā aur śhukriyā nīlū bahan kā , yōginī bahan nīlū bahan sabkā śhukriyā .

89Congratulations. 90Special thanks to Karunabhai that he sent the brothers here so that we are meeting from here. 91Dadi Janki:Thank you to you and to Neeluben and Yoginiben.

86Ḍô . aśhōk Mēhtā  : ōm śhānti .

92Dr Ashok Mehta:Om Shanti.

87Hamārī bahut pyārī dādī ēkdam achchhī hai aur āpkē sāmnē milan manā rahī haĩ .

93Our very lovely Dadi is just fine and is celebrating a meeting with all of you.

88Dādī jī ēkdam svastha haĩ aur bahut achchhī rikavarī hai .

94Dadiji is completely fine and has recovered very well.

89Dādī jī jaldī āpkē bīch pahũch jāyēṅgī .

95Dadiji will very soon be amidst all of you.

90Yōginī bahan  : dādī ham aisē feel kar rahē haĩ jaisē bāpdādā yahā̃ padhārē haĩ .

96Yoginiben:Dadi, we feel as though BapDada has incarnated here.

91Pūrā diamond hall|hāl yahā̃ dikhāī dē rahā hai .

97We can see the whole Diamond Hall from here.

92Dādī jānkī nē kahā bābā nē āpkō nimitt banākar ham sabkō mulākāt karā dī .

98Dadi Janki said that Baba made you an instrument and enabled all of us to have a meeting.

93Nīlū bahan dādī kā bahut dhyān rakhtī hai .

99Neeluben is looking after Dadi very well.

94 ( yahā̃ bābā kē liē 21 prakār kā bhōg banāyā hai )

100(21 varieties of bhog have been prepared for Baba.)

95Gulzār dādī nē kahā  : sabhī bhāī bahinē̃ jō madhuban nivāsī haĩ , un ēk-ēk bhāgyavān madhuban nivāsī bhāī bahinō̃ kō yādpyār .

101Dadi Gulzar:All brothers and sisters who are residents of Madhuban, love and remembrance to each fortunate resident of Madhuban.

96Nirvair bhāī  : dādī sabhī key|kī jō dil hai nā , jō sab chāhtē haĩ avaśhya bābā sun rahā hai aur bābā bachchō̃ key|kī bāt sadā rakhtā hai .

102Nirwairbhai:Dadi, Baba is definitely listening to what everyone's desire is and Baba always fulfils the children's desires.

97Dādī jī bilkul svastha hōkar madhuban vāpas ā jāyēṅgī .

103Dadiji will be completely fine and soon return to Madhuban.

98Bābā K|kē sabhī programme bahut bahut sundar hōṅgē .

104Baba's programmes will be very beautiful.

99Dādī sabhī doctors nē dādī K|kē svāsthya kē bārē mē̃ batāyā hai ki svāsthya bahut achchhā hai .

105Dadi, the doctors have all informed Dadiji that her health is very good.

100Dādī bahut varṣhō̃ tak īśhvarīy sēvā kā kārya āgē baṛhāyēṅgī .

106Dadi will continue with Godly service for many more years.

101Gulzār dādī  : āp sabkō duāō̃ sē , āp sabkē śhubh saṅkalp sē , bābā key|kī madad sē ham jaldī sē jaldī ṭhīk hōkē madhuban pahucēṅgī .

107Dadi Gulzar:With everyone's blessings and good wishes and Baba's help, I will be fine very quickly and will be back in Madhuban soon.

102Dādī āpkō galē lagā rahē haĩ .

108Dadi is embracing you.

103Viśhva K|kē sabhī bhāī bahinō̃ prati baṛē bhāīyō̃ vā dādiyō̃ kā sandēśh  :

109Message from senior brothers and Dadis for the world:

104Ramēśh bhāī  : bābā nē ham sabkō " nothing new " kā pāṭh pakkā karāyā hai .

110Rameshbhai:Baba has made the lesson of "Nothing new" very firm for all of us.

105Tō nothing new K|kē hisāb sē hī āj kā programme chalā .

111So, today's programme took place on the basis of "Nothing new".

106Mujhē yah bahut achchhā lagā .

112I liked this very much.

107Jaisē yahā̃ programme hōtā thā tō dūsrē centre par dēkhtē thē , aisē āj yahā̃ vālō̃ nē mumbaī sē sārā programme dēkhā .

113When we used to have programmes here, those at other centers would also see it. 114In the same way, those from Mumbai watched the whole programme from here.

108Karankarāvanhār bābā kā yah scene jō dēkhā vah drama plan anusār bābā nē bahut achchhā anubhav karāyā .

115The scene that you just witnessed of Karankaravanhar Baba - according to the drama plan, Baba gave a very good experience of that.

109Bābā kahtē rahē haĩ jō avyakt sthiti mē̃ rahkar bābā kō yād karē̃gē tō bābā avyakt anubhav karāyēṅgē .

116Baba has been saying that when you remain stable in the avyakt stage and remember Baba, Baba will then give you very good experiences.

110Tō āp sabkō bhī āj K|kē din key|kī bahut bahut badhāīyā̃ hō .

117So, many, many congratulations to all of you for today.

111Bābā K|kē gyān K|kē hisāb sē kōī nayā nahī̃ hai .

118According to Baba's knowledge, no one is new.

112Kalp pahlē vālē jō bhī bābā K|kē bachchē yahā̃ āyē haĩ , un sab nayē purānē bābā K|kē bachchō̃ kō badhāīyā̃ mubārak hō .

119Greetings and congratulations to all Baba's children of the previous cycle who have come here, whether new or old.

113Br̥ijmōhan bhāī  : hamārā pyārā bābā kalyāṇkārī hai aur samay K|kē anusār hamkō mañzil K|kē najdīk lē jānē kē liē pyār kar rahā hai .

120Brij Mohanbhai:Our Beloved Baba is benevolent and, according to the time, in order to take us close to our destination, He is also giving us so much love.

114Ham 44 varṣh sē is ādat mē paṛ gayē haĩ ki bābā āyēṅgē aur ham unsē milē̃gē .

121For 44 years, we have had the habit of thinking that Baba will come and we will meet Him.

115Bābā nē batāyā hai maĩ kisliē ātā hū̃  ? 116Āp ūpar chalē̃ .

122Baba has told us why He comes; so that we can go up.

117Tō āj kā anubhav kitnā achchhā thā .

123So, today's experience was so good.

118Ham sab Gulzār dādī K|kē mādhyam sē bābā sē milē .

124We all met Baba through the medium of Dadi Gulzar.

119Unhōnnē batāyā kaisē bābā har ēk bachchē sē bāt kar rahē haĩ , bābā her|har bachchē sē mil rahē haĩ , unkō śhakti dē rahē haĩ , santuṣhṭ kar rahē haĩ aur dādī nē jō yah batāyā ki har ēk key|kī ā̃khē̃ gīlī thī .

125She told us how Baba was speaking to each and every child, how He was meeting them and giving them power and making them content. 126Dadiji also told us how each one's eyes had become moist.

120Tō sachmuch anubhav hō rahā thā ki ham sabkī ā̃khē̃ gīlī hō rahī haĩ .

127Truly, I was feeling that the eyes of everyone were becoming moist.

121Samay K|kē anusār bābā yahī chāhtē haĩ ki ham avyakt milan aisē manāyē̃ jaisē ham sāmnē manā rahē haĩ .

128According to the time, Baba wants us to celebrate the avyakt meeting in such a way as though we are meeting Baba personally.

122Itnē sārē bhāī bahan jō jagah jagah sē āyē haĩ , unkō riñcakamātra bhī mahsūs na hō ki bābā nahī̃ āyē  !

129All the brothers and sisters who have come from so many places should not have the slightest feeling that Baba didn't come.

123Tō bābā nē bahut vichitr rūp sē milan manāyā .

130So, Baba celebrated the meeting in a very unique way.

124Yah bhī anubhav bahut achchhā thā .

131This was also a very good experience.

125Sārē viśhva K|kē bhāī bahan ṭēlīvijan sē hī dēkhtē haĩ .

132All the brothers and sisters in the world were seeing all of this on television.

126Bahut achchhā anubhav karānē vālā yah milan thā .

133This was a very good meeting to give a very good experience.

127Bāpdādā jō iśhārā dē rahē haĩ samay anusār hamē̃ is prakār sē milan manānā hōgā , aur śhānti key|kī śhakti key|kī jō murlī sunī , uskā anubhav ham sabkō karnā hōgā .

134BapDada is giving us signals that, according to the time, we will have to celebrate a meeting in this way. 135And, the murli you heard of the power of silence, we all will have to have that experience.

128Ham sab āgē baṛhtē rahē̃ aur yah kārya jaldī sē pūrā karē̃ .

136All of us should continue to move forward and quickly complete this task.

129Dādī ratanmōhinī  : abhī tō ham sabnē anubhav kiyā , bābā dēkhō bachchō̃ key|kī dil kaisē bhī pūrī kar lētē haĩ .

137Dadi Ratanmohini:All of us just now experienced how Baba fulfils the desires of His children.

130Tō bāp ham bachchō̃ par kitnā merciful hai .

138Baba is so merciful for us children.

131Bābā nē samjhā bachchē āyē haĩ aur aisā na hō bachchē nirāśh hōkar jāē̃ , bābā sadā bachchō̃ key|kī āśhāō̃ kō pūrṇ kartē haĩ .

139Baba knew that the children had come and it should not be that they return disheartened. 140Baba always fulfils the desire of the children.

132Bābā nē jō hamārē mē̃ āśhāyē̃ rakhī haĩ , bābā hamē̃ jaldī-jaldī sampann banānē chāhtē haĩ .

141Baba, we very quickly want to fulfill the hopes that you have in all of us.

133Bābā kō itnā pyār sē yād rakhō , itnā bābā key|kī bātō̃ kō svayã mē̃ samāō jō bābā kahtē haĩ , jaisā kahtē haĩ , aisā ham jaldī sē jaldī sampann bankar bābā kō pyār kā sabūt dē̃ , tō dēkhō bābā hamkō kitnā pyār sē gōdī mē̃ biṭhākar uṛātē rahē̃gē .

142Remember Baba with so much love and merge the things that Baba tells you into yourself as He tells you and How he tells you. 143We want to become complete very quickly and then give Baba the proof of our love. 144See how Baba will seat sit us in His lap and make us fly all the time.

134Inhī̃ śhubh bhāvnāō̃ kē sāth āj K|kē din kō yād kartē huē , svayã kō sampann banānē kā sampūrṇ puruṣhārth kartē huē sadā bāp key|kī śhukriyā māntē chalē̃ .

145Remembering this day, today, with such good wishes and while making complete effort to make the self complete, always continue to say thanks to the Father.

135Dādī jānkī  : sārī viśhva hamārē sāmnē haĩ , ham viśhva K|kē sāmnē haĩ .

146Dadi Janki:The whole world is in front of me and I am in front of the world.

136Yah wonderful drama hai .

147This is the wonderful drama.

137Maĩ bābā kā kitnā śhukriyā mānū̃ .

148How much thanks can I give to Baba?

138Mērā bābā , mīṭhā bābā āpnē hamārē jīvan key|kī yātrā saphal karnē kē liē ādi sē ab tak kitnā sāth diyā hai .

149My Baba, sweet Baba, in order to make the pilgrimage of my life worthwhile and successful, You have given Your companionship from the beginning until now.

139Bābā nē vardān mē̃ kahā thā bachchī sadā sāth hai aur sākṣhī hō karkē part bajā rahī hō .

150Baba had said in the blessing: The child is always with the Father and is playing her part as a detached observer.

140Yah dō śhabda jīvan yātrā mē̃ itnā sāth dē rahē haĩ , bābā mērē sāth haĩ , kōī minute second bhī aisā nahī̃ hai , akēlī nahī̃ hū̃ .

151These two words are giving such help on this pilgrimage of life. 152Baba is with me. 153There isn't a single minute or second when it is not like this or that I am alone.

141Chhōṭī see|sī|C ātmā hai , usmē̃ 84 janmō̃ kā part bharā huā hai .

154It is just a tiny soul and the part of 84 births is recorded in it.

142Jō āj murlī mē̃ bābā nē sēvā K|kē prakār batāyē , sabhī sēvāyē̃ karnē kā bābā nē bhāgya diyā hai jō āj yah nahī̃ lagtā ki is ātmā sē bābā nē yah sēvā nahī̃ karāī hai .

155In today's (sakar) murli, Baba spoke of many types of service and Baba has given me the fortune of doing all of those types of service such that this soul can never feel that Baba has not had this type of service done through this.

143Jō bhī bābā direction dētā hai , samjhātā hai , vah jākar kiskō nahī̃ samjhāyā tō bābā nāśhtā karnē nahī̃ dēgā .

156If you don't explain to anyone else whatever directions Baba has given or explained to you, then Baba would not allow you to have breakfast.

144Gyān kā bhōjan kānō̃ sē sunā hai , mukh mē̃ brahmā bhōjan khāyā hai , uskī śhakti ham sabkō chalā rahā hai .

157We heard the nectar of knowledge with our ears and ate Brahma bhojan through the mouth, the power of all of that is making all of us function.

145Hamārā sāthī , sahārā , sahyōgī bābā hai , bābā kā sāth na hōtā tō ham akēlī ātmā paramdhām mē̃ kaisē jātī .

158Our companion, support and co-operative soul is Baba. 159If we didn't have Baba's company, then how could each of us souls, return alone to Paramdham.

146Jaisē ghar jānā hai , sāth mē̃ jānā hai , bābā kē sāth jāyēṅgī , bārāt mē̃ nahī̃ jāyēṅgī .

160We have to return home, we have to return home together, we will return with the Father and not as part of the wedding procession.

147Sāth mē̃ jānā royalty hai .

161It is royalty to return home together.

148Bābā mērā sāthī hai , maĩ sāth jāyēṅgī .

162Baba is my Companion and I will return home with Him.

149Abhī time thōṛā hai , time key|kī bahut value rakhnā hai kōī bhī samay vināśhkāl āyā ki āyā .

163Now, there is very little time remaining and we have to value time a lot because destruction can come at any time.

150Ham vināśhkālē niśhchay buddhi sē vijayī hōkar vaijayantī mālā mē̃ ā rahē haĩ .

164With faith in the intellect at the time of destruction, we will be victorious and become part of the rosary of victory.

151Niśhchay buddhi sē , niśhchit bhāvī par aḍōl rahkar sukh , śhānti , ānand , prēm sampann jīvan banā rahē haĩ .

165With faith in the intellect and remaining firm and unshakeable on the destiny, we are filling lives with happiness, peace, bliss and love.

152Āp sabnē anubhav kiyā , bābā kuchh bhī miss karnē nahī̃ dētā hai .

166All of you experienced how Baba does not allow you to miss anything.

153Yah bhī bābā key|kī kamāl hai .

167This too is a wonder of Baba.

154Achchhā .

168Achcha.

155Ōm śhānti .

169* * * * O M S H A N T I * * * *