मंगलवार 31 दिसंबर 2013 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> > 31-12-13 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 31-12-13 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

1“ purānē varṣh key|kī vidāī kē sāth svapanamātra bhī jō kamzōrī hai usē chhōḍnē tathā umaṅg-ulhās sē guṇ dhāraṇ karnē kā dr̥iḍhtā sampann saṅkalp karkē sadā vāh vāh rahnā , rōj amr̥itvēlē us saṅkalp kō dōharānā tō bāpdādā key|kī extra madad milēgī ”

1Together with bidding farewell to the old year, have the determined thought to let go of any slightest weakness, even in your dreams, and as well as imbibing virtues with zeal and enthusiasm, remain constantly remain 'wah, wah' (wonderful). 2Revise this thought daily at amrit vela and you will receive extra help from BapDada.

2Bāpdādā sabhī bachchō kō dēkh khuśh hō rahē hai .

3BapDada is pleased to see all the children.

3Majority sabhī bachchē khuśhnumā dikhāī dē rahē hai .

4The majority of all the children appear to be happy.

4Har ēk K|kē dil mē bāpdādā samāyā huā hai .

5BapDada is merged in each one's heart.

5Jaisē bachchē snēh K|kē plain|plane mē pahuñchē huē hai bāpdādā bhī her|har bachchē key|kī snēhī-mūrta dēkh khuśh hō rahē hai .

6Just as you children have arrived here in the plane of love, so BapDada is also pleased to see the loving image of each child.

6Vāh snēhī bachchē vāh  !

7Wah loving children! 8Wah!

7Har ēk bachchē K|kē mastak mē chamaktī huī khuśhī dikhāī dē rahī hai .

9Happiness is visibly sparkling on the forehead of each child.

8Tō har ēk khuśhnumā bachchē kō dēkh bāp bhī dil mē gīt gā rahē haĩ vāh bachchē vāh  !

10Seeing each happy child, the Father is also singing a song in His heart: Wah children!

9Har ēk K|kē mastak mē chamaktī huī bindī ātmā dikhāī dē rahī hai .

11Wah! 12The sparkling dot, the soul, is visible on the forehead of each one.

10Har ēk K|kē dil mē dilārām dikhāī dē rahē haĩ .

13Dilaram, the Comforter of Hearts, is visible in each one's heart.

11Bāpdādā bhī her|har bachchē kō dēkh dēkh khuśh hō rahē hai aur dil mē gīt gā rahē hai vāh bachchē vāh  !

14BapDada is pleased to see each and every child and is singing the song in His heart: Wah children! wah!

12Har ēk K|kē dil mē snēh samāyā huā hai .

15Love is merged in the heart of each one.

13Sabhī āj purānē varṣh kō vidāī dē nayā varṣh nayanō mē samāyā huā hai .

16Everyone has bid farewell to the old year and has the New Year merged in their eyes.

14Bāpdādā pūchhtē hai sabhī nē āj K|kē din apnē mē kōī na kōī viśhēṣhtā dhāraṇ kar aur sādhāraṇtā kō chhōḍā hai  ?

17BapDada is asking: Have all of you imbibed one or another speciality today and renounced being ordinary?

15Nayē varṣh mē apnē mē kōī na kōī viśhēṣhtā jō puruṣhārthī jīvan mē āvaśhyak hai , vah saṅkalp mē̃ , smr̥iti mē lāyā hai  ?

18In the effort-making life, in the New Year, it is essential to have one or another speciality, so have you put that into your thoughts and awareness?

16Purānā chhōḍ nayā dhāraṇ kiyā  ?

19Have you renounced the old and imbibed the new?

17Har ēk nē apnē sãskārō mē kuchh navīntā sōchī hai  ?

20Has each one of you thought of some newness in your sanskars?

18Yā dhāraṇ kī hai  ?

21Or, have you imbibed it?

19Chōḍanā bhī ātā hai , dhāraṇ karnā bhī ātā hai .

22You know how to renounce and you know how to imbibe.

20Bāpdādā kō har ēk K|kē chēhrē mē̃ abhī is samay snēh key|kī , milan key|kī jhalak dikhāī dē rahī hai .

23At this time, BapDada can see on each one's face the sparkle of love and of a meeting.

21Āp sabhī nē bhī āj K|kē sārē din mē kuchh chhōḍā , kuchh dhāraṇ kiyā  ?

24Today, did all of you renounce something and imbibe something?

22Bāpdādā majority bachchō kō is samay khuśhnumā dēkh rahē hai aur gīt kaun sā gā rahē hai  ?

25BapDada is seeing the happy faces of the majority of the children at this time, so what song is He singing?

23Vāh bachchē vāh  !

26Wah children! 27Wah!

24Āj K|kē din har ēk bachchē kō kuchh chōḍanā bhī hai aur kuchh nayā guṇ dhāraṇ karnā hai .

28On this day, each and every child has to renounce something and also imbibe a new virtue.

25Sōchō , kyā chōḍanā hai aur kyā lēnā hai  ?

29Think about it: What do you have to renounce and what do you have to take?

26Bāpdādā sabhī bachchō K|kē chēhrē mē sadā bēphikr bādśhāh key|kī jhalak dēkhnē chāhtē hai .

30BapDada wants to see the sparkle of carefree emperors on the faces of all the children.

27Aṭēbān hai lēkin āj K|kē viśhēṣh din dil mē kuchh chhōṛnā bhī hai , kuchh dhāraṇ karnā bhī hai . 28Kar saktē hai  ?

31You do pay attention to this, but, on this special day, you have to renounce something from your heart and also imbibe something.

29Hāth uṭhāō jō kar saktē hai nahī̃ , karēgē  ?

32Can you do it? 33Raise your hands if you can do it.

30Abhī sē sabhī K|kē mastak mē umaṅg key|kī laharē dēkh rahē hai .

34Not that you can do it, but that you will do it. 35Will you do it?

31Tō yah umaṅg abhī kā sadā rahē , yah viśhēṣh dhyān rakhnā .

36Baba is seeing waves of enthusiasm on everyone's forehead.

32Apnē dil mē kōī na kōī viśhēṣh umaṅg lāō aur yah umaṅg sadā check karnā ki umaṅg , umaṅg rahā yā badlī|badalī huā  ?

37So, this enthusiasm that you have now should remain all the time. 38Pay special attention to this.

33Kabhī bhī bāpdādā yahī chāhtē hai her|har bachchē K|kē sūrat mē umaṅg mē sadā kōī na kōī guṇ dhāraṇ karnē kā umaṅg hō , agar guṇ dhāraṇ karēgē tō avguṇ tō khatm hō jāyēgā nā .

39Let there be some special enthusiasm in your heart and constantly check this enthusiasm: Did the enthusiasm remain as enthusiasm or did it change? 40At all times, BapDada wants the children's faces to have the enthusiasm of imbibing one or another virtue.

34Tō bāpdādā khuśh hai ki sabhī bachchē kōī na kōī viśhēṣh kamzōrī jō ab tak chāhtē nahī lēkin ā jātī hai , usī saṅkalp kō , dhārṇā kō āj aur abhī K|kē din dr̥iḍh saṅkalp dvārā chhōḍ saktē hō  ?

41If you imbibe a virtue, the defect will automatically then finish, will it not? 42BapDada is pleased about all of you children. 43The weakness that you do not want but still comes - can you renounce that thought, now, today, with a determined thought?

35Saktē hō  ?

44Can you renounce it?

36Jō chhōṛ saktē hai vah hāth uṭhāō .

45Those who can renounce it, raise your hands!

37Achchhā hāth tō uṭhā rahē hai , himmat rakhī hai aur madad bāp key|kī sāth hai .

46Achcha, you are raising your hands. 47You have maintained courage and you also have the Father's help.

38Sabhī nē apnē dil sē jō chhōḍnē chāhtē hai lēkin saṅkalp mē rah jātī hai , uskō āj dr̥iṛh saṅkalp sē bāp kō dē saktē hō  ?

48All of you have something in your heart that you want to renounce, but it still remains there in a thought form. 49Can you give that to the Father with determination today?

39Dē saktē hō  ?

50Can you give it?

40Hāth uṭhāō .

51Raise your hands!

41Dē saktē hō phir vāpas nahī lēnā .

52You can give it, but do not then take it back.

42Uskē liē bāpdādā viśhēṣh amr̥itvēlē viśhēṣh madad dēgē kyōki bāpdādā kō her|har bachchē sē dikhāī dētā hai ki kōī bāt chhōḍnē chāhtē hai lēkin … . lēkin mē tō bahut bātē hai .

53For that, BapDada will give special help at amrit vela because BapDada can see from each child that you definitely want to renounce something, but"¦. 54There are many things in this "but".

43Lēkin āj jō bhī jisamē kamzōrī hō , nahī hai tō mubārak hai .

55However, whatever weaknesses each one has, if there aren't any, then congratulations!

44Agar jarā sā svapanamātra bhī hō tō āj K|kē din dr̥ḍhasaṅkalpa sē bāp kō dē dō .

56If there is any trace of weakness even in your dreams, then give it with determination to the Father today.

45Dēnā ātā hai nā  !

57You know how to give it, do you not?

46Saṅkalp karō , yah dr̥ḍhasaṅkalpa āj kā agar kiyā tō āj kā dr̥iḍh saṅkalp karnē mē āp har ēk kō extra madad milēgī .

58Have the thought, if you have this determined thought today - then, because of having this determined thought today, each one of you will receive extra help.

47Subah amr̥itvēlē , amr̥itvēlā karnē kē bād saṅkalp kō check karnā aur dil sē dr̥iḍh saṅkalp karnā tō bāpdādā key|kī extra madad milēgī .

59At amrit vela in the morning, and after amrit vela, check your thought and have the determined thought in your heart and you will receive extra help from BapDada.

48Sachchī dil sē , aisē nahī dēkhtā hū̃ hōtā hai yā nahī hōtā hai  !

60Have this thought with a true heart. 61Do not just have the thought to test whether it happens or not.

49Sachchī dil sē agar saṅkalp karēgē tō kuchh na kuchh extra madad milēgī kyōṅki nayā varṣh śhurū hō rahā hai .

62If you have this thought with a true heart, you will receive a little extra help because the New Year is beginning.

50Bāpdādā chāhtē hai her|har bachchā nayā varṣh ārambh hōtē savērē uṭhkē apnē dil sē , kahnē sē nahī , dil sē puruṣhārth karē̃gē tō madad bhī mil jāyēgī .

63BapDada wants that from the start of the New Year, each of you children wake up and make a determined thought with your heart - not because you are told to do so. 64If you make effort with your heart, you will receive help.

51Dr̥iḍh saṅkalp karō kal subah kō , dr̥iḍhtā sampann chhōḍnē kā saṅkalp karnā kyōki bāpdādā dēkhtē hai saṅkalp sab kartē hai , lēkin saṅkalp kē sāth rōj us kamzōrī kō bāp kō dēṅkē dr̥iṛh saṅkalp karnā , umaṅg ulhās kā guṇ dhāraṇ karkē karnā hī hai , yah dr̥iṛh saṅkalp karkē , karkē hī dikhānā , karnā hī hai , ismē agar kōī key|kī madad chāhiē , mahārathiyō key|kī tō madad bhī lē saktē hō .

65Have the determined thought tomorrow morning - have the determined thought to renounce something, because BapDada sees that everyone has this thought. 66However, together with having this thought, hand over that weakness to the Father every day and have the determined thought. 67You have to imbibe the virtue of zeal and enthusiasm and definitely do this. 68You have to have this determined thought and so demonstrate this by doing it.

52Āj kā din dr̥iṛhtā kā din manāō . 53Hōnā hī hai , karnā hī hai .

69You definitely have to do this. 70If you need any help for this, you can take help from the maharathis.

54Karēgē nahī , karnā hī hai , ismē bāpdādā āpkē madadgār hai .

71Celebrate today as the day of determination. 72It has to happen, we have to do it.

55Umaṅg kō ḍhīlā nahī karnā , rōj dōharānā .

73Not that we will do it at some point, but that we have to do it.

56Bāp kō dē dō kamzōrī , dī|the huī chīz vāpas nahī lī jātī .

74BapDada is your Helper in this. 75Do not become slack in your enthusiasm. 76Revise it every day.

57Bāpdādā dēkh rahē hai ki majority bachchē chāhtē hai lēkin apnī kamzōrī bāp kō dē dō , dī|the huī chīz kabhī vāpas nahī̃ lī jātī .

77Give your weakness to the Father. 78Do not take back what you have already given. 79BapDada is seeing that the majority of the children want to"¦ However, give your weakness to the Father.

58Bāpdādā khuśh hai ki sabhī bachchē majority chāhtē hai lēkin chāhnā kē sāth jō śhakti chāhiē us śhakti K|kē taraph attention cum|kam dētē hai .

80You cannot take back what you have given away. 81BapDada is pleased that the majority of children want to, but, together with wanting to, they pay very little attention to the power that is needed.

59Hō jāyēgā . yah bīch mē vidhna ḍāltā hai .

82"It will happen" "¦ this creates an obstacle in- between.

60Dr̥iḍhtā saṅkalp kē sāth mē rakhō .

83Let there be determination in your thought.

61Tō āj K|kē din purānā varṣh jā rahā hai , nayā āyēgā , tō har ēk kuchh na kuchh dr̥ḍhasaṅkalpa apnē dil mē karō , chōḍanā hai apnē dil mē sōchō lēkin rōj amr̥itvēlē kē bād uskō check karō tō jō saṅkalp kiyā vah dr̥iḍh hai  ?

84So, today, the old year is going and the New Year is to come. 85So, each of you has one or another determined thought in your heart that you will renounce something. 86Think about this in your heart. 87However, check it daily after amrit vela: Is the thought that I have had determined?

62Kyōki ismē̃ albēlāpan bhī ātā hai .

88Check because carelessness also comes in thoughts.

63Tō āj K|kē din kōī na kōī śhrēṣhṭh dhārṇā apnē dil mē̃ karō aur rōj amr̥itvēlē uskō dōharāō , diyā huā vāpas nahī lēnā kyōki bāpdādā abhī āgē chal karkē jō samay ānē vālā hai , us samay kō dēkh har ēk saṅkalp mē her|har rōj dr̥iṛhtā chāhiē , result dēkhō jō saṅkalp kiyā vah kahā̃ tak pūrā huā  ?

89So, today, imbibe something elevated in your heart and revise it every day at amrit vela. 90Do not take back what you have given because, as you make further progress, in the times that are to come, as you see those times, you will have to have daily determination in your every thought. 91Look at the result: To what extent has the thought you had been fulfilled?

64Agar parasaṇṭēj bhī halkī huī , pahlē umaṅg bahut hōtā hai pīchhē thōḍā-thōḍā ḍhīlā hō jātā hai vah ḍhīlā hōnē nahī dēnā .

92If the percentage reduces - if at first there is a lot of enthusiasm and it then becomes a little slack - do not allow it to become slack.

65Karkē hī dikhānā hai , yah dr̥iṛh saṅkalp karnā .

93Have the determined thought that you definitely have to demonstrate this by doing it.

66Master sarvśhaktivān hai sādhāraṇ nahī hai .

94You are master almighty authorities, not ordinary.

67Tō kal K|kē din kōī na kōī dr̥iṛh saṅkalp sāmnē lānā aur rōj amr̥itvēlē dōharānā , check karnā .

95So, tomorrow, bring one or another determined thought in front of you and revise it daily at amrit vela and check it.

68Bāpdādā key|kī madad lēnā .

96Take help from BapDada.

69Tō sabhī khuśhnumā abhī tō dēkhnē mē ā rahē haĩ .

97All of you appear to be happy at this time.

70Abhī-abhī sabhī khuśhnumā hai , hāth uṭhāō .

98Are all of you happy at this time? 99Raise your hands!

71Tō jaisē abhī hai nā , vaisē apnī sthiti kō dōharānā .

100Just as you are now, so remember this stage of yours.

72Abhī bāpdādā kā sāth hai , aisē dil mē sadā sāth rakhnā .

101You now have BapDada's company so constantly keep this with you in your heart.

73Dil kā dilārām hai .

102The Comforter of Hearts belongs in your heart.

74Tō sabhī āj kōī na kōī sva-unnati apnē hisāb sē check kar saṅkalp mē rakhō aur rōj uskō subah amr̥itvēlē kē bād dōharānā .

103Today, all of you keep one or another point for self progress according to your self. 104So, check it in your mind and then revise it daily after amrit vela.

75Achchhā .

105Achcha.

76Sabhī dilkhuśh hai nā  ! 77Jaisē abhī dilkhuśh haĩ , abhī dilkhuśh haĩ nā  ! 78Hai khuśh hāth uṭhāō .

106All of you are happy in your hearts, are you not? 107Just as your heart is happy now, it is happy now, is it not?

79Tō yah samay yād karnā .

108So, remember this time.

80Jaisē abhī dilkhuśh hai is dilkhuśh samay kō dōharātē rahō .

109Just as your heart is happy now, so continue to remember this happy time.

81Aur bāpdādā sabhī bachchō kā phōṭō nikālēgā .

110BapDada will take a photo of all the children.

82Vah phōṭō sādhāraṇ nahī hōtā hai .

111That photo will not be ordinary.

83Tō sadā khuśh , sadā khuśh rahēgē  ?

112So, be constantly happy - will you remain constantly happy?

84Pakkā  ?

113Are you sure?

85Kitnā pakkā  ?

114How much are you sure?

86Khuśhī kō jānē hī nahī dēnā nā .

115Do not allow your happiness to go.

87Khuśh rahnā , khuśhī bāṇṭnā .

116Remain happy and share that happiness.

88Brahmākumār , brahmākumāriyā hō .

117You are Brahma Kumars and Brahma Kumaris.

89Āpkā title kyā hai .

118What is your title?

90Tō yah yād rakhnā brahmākumār hū̃ yā brahmākumārī hū̃ .

119So, remember: I am a Brahma Kumar or a Brahma Kumari. 120I am not ordinary.

91Sādhāraṇ nahī hū̃ .

121You know Father Brahma.

92Brahmā bāp kō jānā , bhalē dēkhā nahī lēkin jān tō liyā nā .

122Although you have not seen Father Brahma, you do know him, do you not? 123"My Baba".

93Mērā bābā , jitnā bāp mē mērāpan lāēṅgē , mērā bābā mērā bābā , utnā sahaj yād hōtī jāyēgī kyōki mērī bāt kabhī bhūltī nahī hai .

124The more you have this consciousness of "mine" for the Father, "my Baba, my Baba", accordingly, your remembrance will become easy because whatever is 'mine' is never forgotten.

94Tō bāp kō mērā banāō aur mērā bhūlē nahī .

125So, make the Father 'mine' and then don't forget what is 'mine'.

95Tō bāpdādā yahī chāhtē hai , subah kō uṭhkē apnī śhakla dēkhnā , man key|kī śhakla , yah śhakla nahī .

126This is what BapDada wants: Wake up in the morning and look at your face - the face of your mind, not that face.

96Man key|kī śhakla dēkhnā , bāp K|kē dilpasand hai  ?

127Look at the face of your mind: Is it as the Father likes?

97Achchhā .

128Achcha.

98Sabhī bachchō kō dēkh bāpdādā bhī khuśh hōtē hai , vāh bachchē vāh  !

129Seeing all the children, BapDada is pleased. 'Wah children! 130Wah'!

99Sab vāh vāh hō nā . 100Hō  ?

131All of you are 'wah wah' (wonderful)! are you not?

101Vāh vāh hō  ?

132Are you 'wah wah'?

102Dō-dō hāthauṭhāō .

133Raise both your hands!

103Tō sadā rahē̃gē yā abhī  ?

134So, will you remain like this all the time or just now?

104Sadā vāh vāh .

135Constantly 'wah wah'!

105Bāp sadā vāh vāh lagtā hai nā tab tō yād kartē hō .

136You find the Father to be constantly 'Wah Wah'! and that is why you remember Him.

106Tō bāp vāh vāh tō bachchē bhī vāh vāh .

137So, the Father is 'Wah, Wah'! and so the children are also 'wah wah'!

107Subah kō uṭhkē yād karnā mai kaun sā bachchā hū̃  ?

138Wake up in the morning and remember what type of child you are.

108Vāh vāh bachchā hū̃ .

139I am a 'wah wah' child.

109Achchhā .

140Achcha.

110Sadā vāh vāh rahēgē nā  !

141You will remain constantly 'wah wah', will you not?

111Ismē attention dēnā hai iskā hāth uṭhāō .

142Pay attention to this. 143Raise your hand for this.

112Subah kō uṭhtē hī yah vāh vāh śhabda yād karnā .

144As soon as you wake up, remember these words 'wah, wah!'.

113Bāp dēkhē vāh vāh .

145The Father should see you as 'wah, wah'!

114Achchhā .

146Achcha.

115Abhī sabhī āyē huē bachchō kō bāpdādā viśhēṣh dr̥iṣhṭi dē rahē hai kis bāt kē liē  ?

147BapDada is giving special drishti to all the children who have come. 148For what? 149For you to remain 'wah, wah'.

116Vāh vāh rahnē kē liē .

150Will you remain like this?

117Rahē̃gē  ?

151Will you?

118Rahē̃gē  ?

152Raise your hands!

119Hāth uṭhāō . 120Rahēgē .

153You will remain like this.

121Tō vāh vāh śhabda bhūlnā nahī̃ .

154So, do not forget the words "Wah wah".

122Yah sabhā mē hāth uṭhāyā yah bhūlnā nahī .

155Do not forget that you have raised your hands in this gathering.

123Mai kaun  ?

156Who am I?

124Vāh vāh .

157Wah! 158Wah!

125Easy hai nā .

159It is easy, is it not?

126Hū̃ hī vāh vāh , tō kyā hōgā  ?

160I am 'wah wah'! and so what will happen?

127Khuśh .

161You will be happy.

128Kuchh bhī bāt hō jāē , I|āī|eye aur gaī āp kyō uskō pakaṛ lētē hō  ?

162No matter what happens - it came and it went and so why are you holding onto it?

129Kōī bāt ṭhahartī nahī hai , chalī jātī hai .

163Nothing ever remains all the time; it goes away.

130Āp kyō pakaṛ lētē hō  ?

164Why do you hold onto it?

131Tō kal sē rōj amr̥itvēlē apnā chēhrā dēkhnā , andar kā chēhrā , bāhar kā nahī .

165So, from tomorrow, look at your face every day at amrit vela. 166Look at your face within, not the external one.

132Check karnā vāh vāh hai  ?

167Check: Is it 'wah wah'?

133Kyō  ?

168Why?

134Bāpdādā vāh vāh tō bachchē kyā hōgē  ?

169If BapDada is 'Wah wah', what will the children be?

135Vāh vāh  !

170Wah, wah!

136Bas vāh vāh śhabda yād rakhnā .

171Simply remember the word "Wah wah".

137Agar kabhī mood off hō nā , vāh vāh śhabda yād rakhnā .

172If you ever have an off mood, then remember the words 'wah, wah'.

138Achchhā .

173Achcha.

139Bāpdādā milā nā  !

174You met BapDada, did you not?

140Bāp kō bhī bachchō K|kē sivāē chain nahī ātā .

175Even the Father is restless without the children.

141Bāpdādā sārē parivār kō amr̥itvēlē chakkar lagātē dr̥iṣhṭi dētē hai .

176At amrit vela, BapDada tours around and gives drishti to the whole family.

142Bāpdādā kō chakkar lagānē mē kitnā time chāhiē  ?

177How long does BapDada need to tour around?

143Kyōki bachchō sē pyār hai nā  !

178He has love for you children.

144Tō rōj amr̥itvēlē kē bād dēkhnā bāpdādā chakkar lagāyēgā , dēkhēgē sabhī kō .

179So, every day after amrit vela, just see, BapDada will tour around and He will see everyone.

145Tō kyā dikhāī dēgē  ?

180So what will He see?

146Vāh vāh  !

181Wah, wah!

147Yah vāh vāh śhabda bhūlnā nahī .

182Do not forget these words 'wah, wah'!

148Vāh vāh  !

183Wah, wah!

149Achchhā - jō bhī bachchē jahā̃ bhī hai , bāpdādā sabhī kō vāh vāh bachchē kah karkē chakra lagākē dēkh rahā hai .

184Achcha. 185Wherever all the children may be, BapDada calls all of them the 'wah, wah' children and sees them when He tours around.

150Tō amr̥itvēlē uṭhkē sadā yād karnā , mai kaun  ?

186So, wake up at amrit vela and always remember: Who am I?

151Vāh vāh bachchē .

187Wah, wah child.

152Kōī bhī bāt hō nā , vah vāh vāh mē samā dēnā .

188Whatever situation happens, merge that in 'wah, wah'! 189Do not keep that situation.

153Bāt nahī rakhnā . 154Bāp aur āp bas .

190Just the Father and you, that is all.

155Achchhā .

191Achcha.

156Good night .

192Good night.

157Āj bāpdādā nē good night key|kī .

193Today, BapDada said good night.

158Āp āpas mē̃ good night karkē sōnā .

194Say good night among yourselves and then go to sleep.

159Sabhī bachchō kō jō jahā̃ baiṭhē hai , jahā̃ chal rahā hai , lēkin sabhī kō bāpdādā dēkh rahā hai .

195All the children, wherever you are sitting, wherever you are moving around, BapDada is seeing all of you.

160Kitnē mē chakkar lagā saktē hai .

196How long does it take Him to tour around?

161Sabhī kō chārō̃ taraph K|kē bachchō̃ kō bāpdādā good night kar rahē hai .

197BapDada is saying good night to all the children everywhere.

162Sēvā kā turn mahārāṣhṭra kā , mahārāṣhṭra āndhra aur vāmbē sē 13 hajār āyē haĩ  : achchhā hai nām hī mahārāṣhṭra hai tō mahān hī hōgē nā .

198It is the turn of Maharashtra to serve - 13,000 people have come from Maharashtra, Andra Pradesh and Mumbai: It is good that the name itself is Maharashtra and so you would definitely be great, would you not?

163Haĩ sirph thōṛā - thōṛā bhūl jātē hai , bākī haĩ .

199You are this, but you sometimes forget it, but otherwise, you are this.

164Achchhā good night .

200Achcha. 201Good night.

165Āp jākē khākē sōnā , bākī good night yād rakhnā .

202You can go and eat and then go to sleep but remember "good night".

166Double vidēśhī bhāī bahinē̃ aur sindhī bhāī vahinē bhī āyē haĩ , karīb 500  : dēkh liyā .

203About 500 double foreign and Sindhi brothers and sisters have come: Baba has seen you.

167Bahut achchhē snēhī hai .

204You are very loving.

168Sahyōgī bhī hai , snēhī bhī hai .

205You are co-operative and also loving.

169Achchhā .

206Achcha.

170Pahlī bār vahut āyē haĩ  : ( bāpdādā nē hāth hilākē sabhī kō dr̥iṣhṭi dī|the )

207Many have come for the first time:(BapDada waved His hand and gave drishti to them all.)

171Achchhā , chārō ōr K|kē dēśh vidēśh sabhī kō bāpdādā sāmnē sē yādpyār dē rahē hai .

208Achcha, to all those from this land and abroad, BapDada Himself is giving you love and remembrance.

172Bāpdādā K|kē sāmnē ēk second mē sabhī emerge hō jātē hai , tō sabhī taraph bāpdādā chakkar lagātē sārē brāhmaṇ parivār kō yādpyār dē rahē hai .

209Everyone emerges in front of BapDada for a second and so BapDada tours around everywhere and gives love and remembrance to the whole Brahmin family.

173Nīlū bahan sē  : isnē achchhī sēvā kī hai .

210Neeluben: This one has done good service.

174Iskī sēvā kā lābh sabhī kō mil rahā hai .

211Everyone is receiving the benefit of the service she has done.

175Sārē centres K|kē brāhmaṇō kō mil rahā hai , aur pyār sē kartī hai .

212The Brahmins of all the centres are receiving it. 213And you do it with love.

176Pyār iskē dil mē̃ sabhī kē liē bahut hōtā hai .

214She has a lot of love for everyone in her heart.

177 ( āp ātē rahō , ham pyār sē sēvā kartē rahēgē ) ṭhīk hai .

215(Baba, You continue to come and I will continue to serve). 216That is fine.

178Khuśh tō hai  !

217You are happy.

179Sadā khuśh hai .

218You are constantly happy.

180Mōhinī vahan kā kal janm din hai  : mubārak hō .

219It is Mohiniben's birthday tomorrow: Congratulations.

181Āgē baḍhnē key|kī mubārak hō .

220Congratulations for moving forward.

182Jō bhī āyē hai sabhī kō khās mubārak hai .

221Special congratulations to all of those who have come.

183Nivaĩr bhāī sē  : sabhī nē achchhī sēvā key|kī .

222Nirwairbhai: Everyone has done good service.

184Sēvā kā mēvā sabkō mil rahā hai .

223Everyone is receiving the fruit of their service.

185Ramēśh bhāī sē  : ( nārī śhakti par sīriyal banāyā hai ) ṭhīk hai , dēkhēgē .

224Rameshbhai: (We have created a serial on the Power of Women). 225That is fine. 226We will see it.

186 ( bahutō nē yād dī hai ) jisnē yād diyā hai un sabkō nām lēkē kahnā bāpdādā nē yād dī hai .

227(Many have sent their remembrance.) 228Whoever has sent their remembrance, remember them personally and give them remembrance from BapDada.

187Ḍā . banārasī bhāī sē  : isnē bhī rath key|kī sēvā bahut achchhī kī hai .

229Dr. 230Banarasi: This one has also done very good service of the chariot.

188Dil sē sēvā kartē hō , yah bhī sabkō bhāsnā ātī hai .

231You serve from your heart. 232Everyone receives that feeling.

189Pēśaṇṭ kō bhāsnā ātī hai .

233The patients receive that feeling.

190Ōm śhānti .

234* * * * O M S H A N T I * * * *