गुरुवार 25 दिसंबर 2014 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 25-12-14 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban 1 nayē varṣh mē̃ tīvr puruṣhārth kā attention rakh sadā āgē vaṛhatē rahnā , checking kar svayã kā parivartan karnā , final paper achānak hōnā hai isliē her|har subject mē̃ pās|pass marks lēnā , sadā sāth rahnā aur sāth rājya mē̃ ānā
0> > 25-12-14 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban 1While payingattention to making intense effort in the New Year, constantly keep moving forward. 2Check and transform yourself.
2Nayē varṣh key|kī navīntā sampann mubārak hō , mubārak hō , mubārak hō .
3The final paper will take place suddenly. 4Therefore, claim pass marksin everysubject.
3Bāpdādā apnē tīvr puruṣhārthī bachchō̃ kō dēkh sabhī bachchō̃ kō nayē varṣh key|kī navīntā key|kī mubārak dē rahē haĩ .
5Always remain together and come into the kingdom together. 6Congratulations, congratulations, congratulations filled with newness for the New Year!
4Is nayē varṣh K|kē ārambh mē̃ her|har bachchē nē mansā-vācā-sambandh-samparka mē̃ apnē mē̃ avaśhya kōī navīntā kā lakṣhya rakhkar practical mē̃ varṣh key|kī navīntā buddhi mē̃ rakhī hōgī . 5Puruṣhārth mē̃ kadam kō , viśhēṣhtā kō apnī buddhi mē̃ lāyā hōgā .
7Seeing His intense effort-making children, BapDada is giving all the children congratulations for newness in the New Year. 8At the beginning of this New Year, every child would definitely have kept the aim of newness in their thoughts, words, relationships and connections in apractical way and also kept newness for the year in their intellects.
6Sabhī chal rahē haĩ , yah tō puruṣhārthī kā arth|earth hī hai āgē kadam kō baḍhānā .
9In your efforts, you would have brought your steps and your specialities into your intellects. 10All of you are moving along.
7Tō bāpdādā dēkh rahē thē ki har ēk nē apnē puruṣhārth kō āgē sē āgē baḍhānē mē̃ śhrēṣhṭh saṅkalp kiyā hōgā !
11The meaning of “effort” is that you take steps forward. 12BapDada saw that everyone would have taken the steps of having elevated thoughts to move ahead the most in their efforts.
8Jinhōnnē āgē baṛhnē kā saṅkalp apnē prati kiyā , vah hāth uṭhānā .
13Those who had the thought for themselves to move ahead, raise your hands!
9Pīchhē vālē bhī hāth uṭhāyē̃ , agar kiyā hai tō !
14Those sitting at the back, if you had the thought raise your hands!
10Saṅgamyug hai hī kadam kō āgē baṛhānē kā yug .
15The confluence age is the age for taking steps forward.
11Tō apnē liē avaśhya āgē baḍhnē kā sādhan vā vidhi banāī hōgī .
16So, you must definitely have created some means or a method for yourself to move ahead.
12Apnē prati sahaj aur śhrēṣhṭh sādhan avaśhya lakṣhya K|kē rūp mē̃ emerge rakhā hōgā !
17You must definitely have kept an easy and elevated meansemerged for yourself in the form of an aim.
13Jinhōnnē āgē kē liē kōī na kōī mansā-vāchā-karmaṇā aur sambandh samparka mē̃ kadam kō āgē baḍhānē kā lakṣhya rakhā hōgā , vah hāth uṭhāō .
18Those of you who have kept the aim for the future, to step forward in your thoughts, words, deeds, relationships and connections, raise your hands!
14Achchhā hai .
19It is good.
15Hāth tō bahut achchhā uṭhāyā hai .
20You have raised your hands very well.
16Pīchhē vālē bhī hāth uṭhā rahē haĩ .
21Even those at the back are raising their hands.
17Thōṛā ūñchā hāth uṭhāō , aisē ūñchā .
22Raise your hands a little higher, high like this.
18Achchhā hāth uṭhā rahē haĩ .
23You are raising your hands very well.
19Bāpdādā bhī puruṣhārth K|kē hāth kō dēkh khuśh hai aur lakṣhya aur lakṣhaṇ sāth rahēgā .
24Seeing the hands of effort, BapDada is pleased and the aim and its qualifications will remain together.
20Aisā plan apnē liē avaśhya banāyā hōgā , banāyā hai bhī .
25You must definitely have created such aplan for yourselves.
21Bāpdādā nē dēkhā ki kaī bachchō̃ nē apnē liē plan banāyā hai aur bāpdādā khuśh haĩ ki plan aur practical , jaisā lakṣhya rakhā hai us lakṣhya kō avaśhya pūrṇ karē̃gē .
26You have made it. 27BapDada saw that some children have made aplan for themselves and BapDada is pleased that theplans and the practical form will definitely fulfil the aim that you have kept.
22Karē̃gē nā !
28You will do it, will you not?
23Ismē̃ hāth uṭhāō , achchhā karē̃gē .
29Raise your hands for this! 30Achcha, you will do it.
24Kyōṅki bāpdādā khud bhī har ēk bachchē kā pōtāmēl samay pramāṇ dēkhtē haĩ aur āgē sē āgē baḍhnē kā vardān bhī sāth mē̃ dētē haĩ .
31BapDada Himself sees the chart of each child according to the time and, together with that, also gives the blessing for you to move ahead as much as possible.
25Bāpdādā nē dēkhā lakṣhya bahutō̃ kā achchhā hai lēkin chaltē-chaltē kōī circumstance lakṣhya kō thōḍā sā ḍhīlā kar dētā hai .
32BapDada saw that many have a very good aim but, whilst you are moving along, thecircumstances make you a little slack in your aim.
26Lakṣhya achchhā rakhā hai aur bāpdādā bhī lakṣhya kō dēkh khuśh hōtē haĩ lēkin sāth mē̃ āgē baṛhnē mē̃ thōḍā bahut phark dikhāī dētā hai .
33You have kept a good aim and BapDada is pleased on seeing the aim but, together with that, there is a little difference visible in your moving ahead.
27Phir bhī bāpdādā nē dēkhā lakṣhya majority kā achchhā hai .
34Nevertheless, BapDada saw that the aim of themajority is good.
28Ab lakṣhya aur lakṣhaṇ dōnō hī sāth-sāth baṛhtā rahē , yah attention rakhnā , iskī āvaśhyaktā hai .
35Now, there is a need to payattention that you move ahead in both your aim and its qualifications.
29Sōchā aur kiyā , dōnō hī sāth-sāth hō yah jarūrī hai .
36Think and do - it is essential that both take place together.
30Chāhē kuchh bhī bātē tō hōtī hī haĩ , yahī chhōṭē - chhōṭē paper haĩ lēkin is mē̃ āgē baṛhnā , is bāt mē̃ attention thōṛā jyādā chāhiē kyōṅki bāpdādā kē pās har ēk bachchē kā record rahtā hai .
37No matter what happens, and things do happen for these are the trivialpapers, you have to move forward in these papers. 38A little moreattention is needed in this respect, because BapDada has arecord of every child.
31Jaisē āp apnā record rakhtē hō , aisē bāpdādā bhī her|har bachchē kā bīch-bīch mē̃ record dēkhtē haĩ .
39Just as you keep your ownrecord, in the same way, BapDada also looks every now and again at therecord of every child. 40Your aim is very good.
32Lakṣhya bahut achchhā hai , jis samay plan banātē haĩ , bahut umaṅg-utsāh sē banātē haĩ lēkin bād mē̃ attention dēnā paḍēgā kyōṅki āp sab kō mālūm hai ki lakṣhya kō pūrṇ karnē kē liē thōḍā sā attention sab dētē haĩ lēkin number haĩ .
41When you makeplans, you make them with a lot of zeal and enthusiasm, but you will have to payattention later, because all of you know that everyone pays a littleattention to fulfill the aim, but it is numberwise. 42So, whatnumber do you consider yourself to be?
33Tō svayakō kis number mē̃ samajhtē haĩ , bāpanē dēkhā samajh bahut achchhī hai , samajh kē sāth apnī checking bhī achchhī kartē haĩ lēkin chaltē-chaltē kōī bātē aisī ātī haĩ jō tīv puruṣhārth kō sādhāraṇ puruṣhārth mē̃ badal lētī haĩ .
43The Father saw that you have very good understanding, and, together with the understanding, you alsocheck yourself very well. 44However, while moving along, some situations come in front of you that change your intense effort into ordinary effort.
34Aur bāpdādā ēk-ēk kō dēkh yahī kahtē ki attention avināśhī rahē , bātē̃ ātī haĩ lēkin bātō̃ mē̃ attention cum|kam nahī̃ hō .
45On seeing each one, BapDada says: Let there be imperishableattention. 46Situations do come, but do not let yourattention be reduced in those situations.
35Vaisē bāpdādā nē dēkhā hai ki kaī bachchē lakṣhya apnā achchhā rakhtē haĩ aur chaltē bhī haĩ lēkin . , lēkin ātā hai .
47BapDada has seen that some children keep a good aim and they do move along, but-there is a ‘but’.
36Samay ab āp sabkā intjār kar rahē haĩ .
48Time is now waiting for all of you.
37Lakṣhya achchhā haĩ , checking bhī achchhā hai lēkin bīch-bīch mē̃ kōī-kōī bāt apnē taraph ākarṣhaṇ kar dētī hai aur final result achānak hōnī hai , kōī tārīkh fix nahī̃ hōgī .
49The aim is good, thechecking is good, but every now and again some situations attract you towards itself. 50Thefinal result will take place suddenly; there won’t be a datefixed for this.
38Bāpdādā har ēk bachchē kō number one , puruṣhārth key|kī vidhi sē her|har bachchē kō dēkhnē chāhtē haĩ aur bāpdādā nē dēkhā hai ki har ēk bachchā bhī chāhtē yahī haĩ , sirph kahā̃ kahā̃ saṅg kā raṅg bhī lag jātā hai , albēlēpan kā .
51BapDada wishes to see each of the children asnumber one with their methods of effort. 52BapDada has seen that every child wants this, but in some cases, they are coloured by the company of carelessness.
39Hō jāyēṅgē , dōnō̃ hī anubhav tō kiyā hai .
53“It will happen.” 54We have experienced both situations.
40Tō samajhtē haĩ samay par sōchā tō hai , kyā hai us par attention dē dēgē .
55They think: We have thought about it and it is not a big deal, so we will payattention at that time.
41Lēkin yahā̃ attention kā note tō hōtā hai lēkin bahut kāl yā bahutkāl mē̃ bīch-bīch mē̃ bahutkāl sē rivājī chāl hō jātī haĩ , vah result jyādā hai .
56You donote down that you have to payattention. 57However, whether it is for a long period of time, or every now and then during the long period of time, you become casual in paying attention – theresult is more of this kind.
42Sādhāraṇtā key|kī jō nature nahī̃ hōnī chāhiē , vah kabhī kaisē , kabhī kaisē hō jātī hai .
58Thenature of being ordinary that you should not have, sometimes makes you act one way and sometimes another.
43Tō bāpdādā chāhtē haĩ ki sadā hī apnē ūpar najar hō , sādhāraṇtā nahī̃ hō .
59So, BapDada wants you always to keep an eye on yourself. 60Let there not be any ordinariness.
44Abhī tō āp sabhī purānō̃ key|kī list vālē hō , thōḍē nayē-nayē haĩ , majority purānē key|kī list mē̃ haĩ . 45Aur final paper achānak hōnā haĩ , date fix nahī̃ hōnī hai .
61Now, all of you are in thelist of those who are old; thereare fewer new ones. 62Themajority of you are in thelist of the old ones, and thefinal paper is to take place suddenly. 63Thedate will not be fixed.
46Tō kōī bhī apnī viśhēṣhtā kō sadākāl kā banānā yah āvaśhyaktā hai kyōṅki paper sadā nahī̃ ātā hai , bīch-bīch mē̃ paper ṛāmānusār hōtē haĩ isliē sadā attention chāhiē .
64So, it is necessary to make your specialities permanent because thepaper does not come all the time. 65Thepaper will be given every now and then according to thedrama, and you therefore have to pay constantattention.
47Bahut attention dētē bhī haĩ , unkō tō bāpdādā tīvr puruṣhārthiyō̃ key|kī list mē̃ rakhtē haĩ , attention dētē haĩ lēkin kuchh samay tīvr , kuchh samay bīch mē̃ phir paper ātē haĩ , usmē̃ thōḍā - thōṛā phark paḍ jātā hai .
66Many of you do payattention, and BapDada places such ones in thelist of intense effort-makers. 67You do payattention, but sometimes it is intense and at other times, when the papers come, there is a little difference created in your intense efforts.
48Tō bāpdādā sabhī bachchō̃ kō dēkh khuśh tō hōtē haĩ ki dinpratidin dēkhā gayā ki apnē ūpar attention dētē jarūr haĩ , itnā apnē ūpar attention chhōḍ dē̃ , aisē nahī̃ haĩ , haĩ lēkin number haĩ aur bāpdādā bīch-bīch mē̃ saṅgaṭhit rūp mē̃ milnē mē̃ khās attention dētē haĩ .
68So, BapDada is pleased to see all the children, and it is seen that, day by day, the children definitely payattention to themselves. 69It isn’t that they stop payingattention to themselves. 70They do, but it is numberwise and, from time to time, BapDada pays specialattention to meeting everyone all together.
49Lēkin har ēk sē puruṣhārth key|kī gati kō dēkhnē mē̃ bhī antar hai , ismē̃ thōḍā sā albēlāpan dēkhnē mē̃ ā jātā haĩ .
71However, there is a difference in seeing each one’s speed of effort. 72Sometimes, a little carelessness is visible in this.
50Hō jāyēgā , hō jāyēgā … yah thōḍā addition hō jātā haĩ aur bāpdādā chāhtā hai , kōṭō̃ mē̃ kōī bachchē tō haĩ , tō kōṭō̃ mē̃ kōī inhō̃ kā tō attention hōnā hī chāhiē .
73“It will happen, it will happen”.… 74A little of thisaddition takes place. 75There are a handful of children out of multimillions. 76However, BapDada wants the handful to definitely payattention.
51Aur bāpdādā jāntē haĩ ki final paper achānak hōnā hai , circumstance bhī aisē hī hōṅgē isliē apnī checking kō bhī check karō ki jaisē bāpdādā chāhtā hai , varṇan bhī kartā hai , usī pramāṇ mērī bhī cēkig hai ?
77BapDada knows that thefinal paper is going to take place suddenly.Circumstances will be like that, and this is why you have tocheck your checking, as to whether it is according to how BapDada wants it to be and speaks about it. 78“Is mychecking according to that?”
52Suntē tō rahtē hī hō , tō bāpdādā kyā chāhtē haĩ ?
79You definitely continue to hear about what BapDada wants.
53Kam sē kam rāt kō sōnē K|kē pahlē her|har din key|kī checking āvaśhyak hai kyōṅki kāmkāj mē̃ thak jātē haĩ nā , tō time dētē haĩ , dil mē̃ ātā hai lēkin thakāvaṭ apnē taraph khīc lētī hai .
80At the very least, every night before going to sleep, it is necessary tocheck yourself because you get tired with all the work that you do. 81You do givetime and you have it in your heart, but tiredness pulls you.
54Tō bāpdādā samay kō dēkh kar phir bhī attention dilātē rahtē haĩ . 55Attention dēnē mē̃ kabhī bhī albēlē nahī̃ bannā .
82So, seeing the time, BapDada is once again drawing yourattention: never become careless in payingattention.
56Bāpdādā dēkhtē haĩ puruṣhārth bahut tarīkē sē kartē haĩ , attention bhī dētē haĩ ēkdam aisē albēlē bhī nahī̃ haĩ lēkin samay achānak ānā hai , kōī bhī samay ānā hai isliē bāpdādā bhī general mē̃ yahī sōchtē haĩ her|har bachchē kō kahtē haĩ , attention please .
83BapDada sees that you make effort in many ways. 84You also payattention; you are not completely careless, but the time will come suddenly. 85It can come at any time and this is why BapDada is thinkinggenerally and telling each child:Attention please!
57Her|har subject mē̃ kamasē cum|kam pās|pass marks tō hōnē chāhiē .
86In everysubject, you should at least havepass marks.
58Number thōḍā sā pīchhē hai vah bāt alag hai lēkin attention hai , parivartan bhī hai , yah check karō .
87To have a number slightly lower is a different matter, butcheck that there is attention and transformation.
59Albēlāpan tō nahī̃ ātā ?
88You do not become careless, do you?
60Hō jāyēgē , hō jāyēṅgē yah kyā baṛī bāt hai , iskō kahtē haĩ attention mē̃ albēlāpan .
89“It will happen, it will happen…” 90“It is not a big deal.” 91This is known as being careless in payingattention.
61Tō bāpdādā her|har bachchē K|kē puruṣhārth mē̃ majority khuśh bhī hai lēkin bīch-bīch mē̃ māyā bhī apnā chance lē lētī hai .
92BapDada is pleased with the efforts of themajority of children, but, every now and again, Maya also takes herchance.
62Tō bāpdādā mubārak bhī dētē haĩ lēkin sāth mē̃ attention , attention kā arth|earth hai no|know tension .
93BapDada is congratulating you and, at the same time, also drawing yourattention.
63Kisī bhī prakār kā , chāhē kisī bhī subject mē̃ attention pūrā hō .
94Attention meansno tension. 95In any way, in anysubject, let there be fullattention.
64Aisē nahī̃ sōchē yah tō thōḍā bahut chal jāyēgā , kabhī ēk number key|kī kamī sē bhī bahut nuksān hō jātā hai isliē bāpdādā ēk bachchē kō bhī sādhāraṇ puruṣhārth mē̃ bhī dēkhnā nahī̃ chāhtē haĩ .
96Do not think that this little bit will be OK. 97Sometimes, even onenumber less causes a great loss and this is why BapDada does not want to see even one single child making ordinary effort.
65Yah saṅgaṭhan tō bīch-bīch mē̃ hōtā haĩ yah achchhā hai , saṅgaṭhan kō dēkh K|kē bāpdādā sē milnē sē umaṅg mē̃ ā jātē haĩ lēkin yah umaṅg āgē bhī chaltā rahē , usmē̃ thōḍī chhōṭī - mōṭī bātē puruṣhārth khatm nahī̃ kartī , thōṛā sā ḍhīlā kartī haĩ .
98It is good that this gathering takes place every now and again. 99By seeing the gathering and by meeting BapDada, you have enthusiasm, but let this enthusiasm continue. 100Make sure some trivial matters do not finish your efforts or make your efforts slack.
66Tō bāpdādā khuśh hōtē haĩ ki phir bhī bīch mē̃ kōī na kōī programme jyādā sē jyādā milnē kā rakhtē haĩ , sammukh milnē sē umaṅg aur utsāh baṛhtā hai , yah tō bāpdādā bhī dēkh rahē haĩ .
101BapDada is pleased that every now and again you have one or anotherprogramme for the maximum number of people to meet. 102By your meeting personally, zeal and enthusiasm increases. 103Even BapDada is seeing this.
67Tō sabhī apnē āpkō jimmēvār samajh check karē̃ , apnē āp sāvdhān rahē̃ .
104So, each one of you consider yourself to be responsible andcheck and caution yourself.
68Sabhī ṭhīk haĩ , hāth uṭhāō .
105Are all of you fine? 106Raise your hands!
69Hāth uṭhātē haĩ bāpdādā is par tō khuśh hō jātē haĩ lēkin bachchē bhī chatur haĩ nā .
107BapDada is pleased that you are raising your hands, but you children are also clever, aren’t you?
70Kahē̃gē us samay tō ham ṭhīk thē nā isliē hāth uṭhāyā aur hai bhī right .
108You would say: We were fine at that time, and this is why we raised our hands.
71Lēkin āp sabhī tō aurō̃ kō bhī āgē baḍhānēvālē haĩ , ṭhīk chal rahē haĩ vah tō ṭhīk haĩ , bāp bhī māntē haĩ lēkin yah certificate sadā rahē arthāt itnā attention apnē ūpar sadā rahē , tō kyā hōgā , bāpdādā bhī khuśh haĩ aur svayã puruṣhārth karnē vālē bhī ṭhīk .
109That isright, but all of you are those who will make others move forward too, and it is fine that you are moving along well. 110The Father accepts this, but you should have thiscertificate all the time. 111That is, when you pay that much constantattention to yourself, what will happen then? 112BapDada will be pleased and those who are making effort will be fine and their companions too will be fine.
72Aur unhō̃ K|kē sāthī bhī ṭhīk .
113So, you are good effort-makers.
73Tō achchhā puruṣhārthī haĩ .
114So, BapDada is also pleased when you raise your hands.
74Tō bāpdādā bhī khuśh haĩ jab hāth uṭhātē haĩ tō bāpdādā samajhtē haĩ kōī kahē̃gē hāth uṭhā liyā lēkin hāth uṭhāyā unkō āgē kē liē tō śhakti milēgī nā . 75Apnē āp tō sōchē̃gē nā .
115BapDada feels that some would say that they just raised their hands. 116However, those who raised their hands will receive some power for the future, will they not? 117They will think about it for themselves, will they not?
76Mānō kal hī kiskē ūpar paper ā jātā hai tō sōch tō chalēgā kismē̃ hāth uṭhāyā . 77Aur correction karkē āgē baṛhā .
118For instance, if someone has to take apaper tomorrow, he would think about what he raised his hand for, and then he will move forward, having made acorrection.
78Bāpdādā yahī chāhtē haĩ her|har bachchā jaisē abhī yahā̃ sāth baiṭhē haĩ khuśhī-khuśhī sē , aisē hī final mē̃ bhī aisē hō .
119BapDada wants to see that, just as every child is happily sitting here now with everyone, so it should be the same in thefinal period.
79Her|har bāt mē̃ pās|pass , pās|pass , pās|pass .
120Simply pass, pass, pass for every situation.
80Sōcēgē , dēkhēgē nahī̃ pās|pass haĩ hī . 81Tō kyā samajhtē hō pās|pass hōṅgē hī yā thōḍā - thōḍā hōgā .
121It should not be that you will think about it or see about it, but that you have alreadypassed.
82Jō samajhtē haĩ abhī pās|pass hōkar hī dikhāyēgē vah hāth uṭhāō .
122So, what do you think? 123Will you definitelypass or will it be only a little?
83Dēkhō , hā , hāth uṭhānē mē̃ tō bāpdādā khuśh hōtē haĩ .
124Those of you who feel that you will definitely demonstrate this bypassing, raise your hands!
84Achchhā lagtā haĩ , umaṅg haĩ lēkin bahut hī chhōṭī-chhōṭī bātē̃ rūkāvaṭ ḍāl dētī haĩ .
125Look, yes, BapDada is pleased when you raise your hands. 126It feels good and there is enthusiasm but many little things cause obstructions.
85Abhī iskō miṭānē key|kī kōśhiśh karō .
127Now, try and finish those.
86Sōchtē bhī hō , āgē sē nahī̃ hōgā lēkin phir bhī hō jātā haĩ abhī tak key|kī result mē̃ jō sōchtē haĩ ki abhī sē parivartan hōnā haĩ , apnē kō parivartit karnā haĩ vah hāth uṭhāō .
128You even think that it will not happen like that in the future but it still happens. 129From theresults so far, those who think that transformation has to take place from now, that you have to transform yourselves from now, raise your hands!
87Hāth itnā achchhā uṭhātē haĩ jō bāpdādā khuśh hō jātā haĩ .
130You raise your hands so well that BapDada becomes pleased.
88Achchhā hai .
131It is good.
89Tō bāpdādā sāth hai tō hāth bhī sāth dētā hai .
132BapDada is with you and so your hand also co-operates with you.
90Lēkin bāpdādā kō tō sāth sadā rakhnā hai nā .
133However, you have to keep BapDada with you at all times.
91Yah tō huā dō ghaṇṭē kā sāth .
134This was just company for two hours.
92Sadā aisē hī sāth kā anubhav rakhō , bas .
135Constantly keep the experience of His company with you, that is all.
93Apnē kō akēlē nahī̃ karō .
136Do not make yourself alone.
94Bāpdādā kō sadā sāth rakhō .
137Constantly keep BapDada with you.
95Tō abhī sabhī jab phir bāpdādā milē tab tak tō aisā hī hāth rahēgā .
138So, from now, until you meet BapDada again, your hand will remain like that.
96Ismē̃ dō dō hāth uṭhāō .
139Raise both hands for this.
97Tō abhī hamēśhā rātri kō bāpdādā kō sāmnē rakh , emerge kar apnī result uṭhākē bāpdādā kō khuśh kar dēnā .
140So, now, at night, always keep BapDada in front of you.Emerge Him and please Him by keeping yourresult in front of BapDada.
98Kōī galatī|galtī nahī̃ huī . 99Na mansā , na vāchā , na karmaṇā .
141“There wasn’t any mistake in my mind, in my words or in my deeds”.
100Hō saktā haĩ ?
142Is this possible?
101Ismē̃ hāth uṭhāō .
143Raise your hands for this!
102Achchhā .
144Achcha.
103Hāth tō uṭhāyā , ismē̃ tō bāpdādā khuśh huā lēkin jab bhī kuchh hō jātā hai tō apnē jō sāthī haĩ , jō puruṣhārthī haĩ unkō batākē aur āgē kē liē promise karō , bhalē kisī kē āgē promise nahī̃ karō , apnē āp sē tō kar saktē hō .
145You have raised your hands. 146BapDada was pleased with this, but, whenever something happens, tell your companions who are effort-makers about this and make apromise to yourself for the future. 147You may notpromise anyone else but you can promise yourself.
104Bāp kō sāmnē rakh promise karō kyōṅki result mē̃ tō samay bhī gintē haĩ nā . 105Kitnā samay rahē .
148Keep the Father in front of you and make apromise, because you take account of the time in yourresult, that is, for how long you remained like that.
106Achchhā us samay tō ṭhīk hai , vah bhī achchhā hai lēkin final result mē̃ samay bhī check hōgā nā isliē abhī apnē āpsē rōj rāt kō yah sabhā aur apnā hāth emerge karnā , mainnē bāp kē āgē kyā hāth uṭhāyā , ki parivartan karē̃gē yā sōcēgē ?
149OK, you are fine at that time, and that is good too, but in thefinal result the time (duration) will also bechecked and this is why, every night,emerge yourself in this gathering and of raising your hand. 150“What was it that I raised my hand for in front of the Father? 151Was it that I would transform myself or that I would think about it?”
107Tō himmat hai itnī ?
152Do you have this much courage?
108Āj kē bād jō sōchā hai sampūrṇ bannē kā , vah avināśhī hōgā .
153“After today, the thought that I have had of becoming perfect will be imperishable”.
109Hō saktā hai ?
154Is this possible?
110Bītī sō bītī .
155Let the past be the past!
111Āj apnē dil sē sabhā K|kē bīch apnē kō dēkhtē huē sabhī dēkh rahē haĩ , yah nahī̃ sōchō , bāp K|kē sāmnē promise kar rahā hū̃ , tō bāp nē dēkhā arthāt sabhī nē dēkhā .
156From your heart see yourself in the midst of the gathering, but do not think that everyone is seeing you. 157“I ampromising in front of the Father and so when the Father is seeing, it means that everyone saw”.
112Hō saktā haĩ yah ?
158Is this possible?
113Tō jismē̃ himmat hai , āgē sē jō bīch-bīch mē̃ thōṛā sā kisī bhī kāraṇ sē , kāraṇ tō bantā hī haĩ lēkin kisī bhī kāraṇ sē apnē sampūrṇatā key|kī seat nahī̃ chōḍēgā , vah hāth uṭhāō .
159Those who have courage and who, for any reason will not leave theseat of perfection in the future, no matter what the reason - and there will definitely be reasons - raise your hands!
114Achchhā , mubārak hō .
160Achcha. 161Congratulations!
115Abhī jisnē nahī̃ uṭhāyā , uskō tō śharm āyēgā isīliē vah hāth nahī̃ uṭhāō lēkin umaṅg - utsāh haĩ , hāth uṭhākē karkē dikhāyēgē vah hāth uṭhāō .
162Now those who haven’t raised their hands will feel ashamed. 163OK so you didn’t raise your hands. 164However, if you have zeal and enthusiasm, and you will raise your hands to definitely demonstrate something, raise your hands!
116Hāth uṭhātē isīliē hai , vaisē tō bāp jāntē haĩ kyā result hōtī haĩ lēkin uṭhānē sē āpkō yah hāth uṭhānā bhī madad karēgā .
165You are raising your hands because…. 166The Father knows what theresult will be. 167However, by your raising your hand, this raising of your hand will also help you.
117Itnē sagaṭhan K|kē bīch mē̃ hāth uṭhāyā , yah kōī cum|kam bāt haĩ kyā !
168To raise your hand in the midst of such a big gathering is not a small thing.
118Isliē abhī yah sōchō ki parivartan kā arth|earth kyā hōtā hai ?
169Therefore, now think about what transformation means.
119Achchhā abhī sāhas kiyā tō sahī nā .
170Achcha, at least you had a little courage now.
120Tō aisī promise karkē phir bhī nahī̃ karnē kā , tō line mē̃ tō ā jāyēṅgē̃ nā .
171After having made such apromise, even if you don’t do it, at least you will come in theline.
121Tō jab bhī kōī aisē hō us samay sabhā K|kē bīch mē̃ hāth uṭhāyā nā , yād karō .
172So, whenever something happens, then remember that you raised your hand in the midst of the gathering.
122Apnē āpkō hī phāydā hai aur bāp tō khuśh hōgā lēkin karnā tō āpkō paḍēgā nā .
173You will benefit yourself and the Father will be pleased. 174However, you will have to do this, will you not?
123Tō jab bhī kōī paristhiti āvē apnā hāth yād karnā .
175So, whenever any situation comes, remember your hand.
124Madad milēgī . 125Aisē hī yād karnē sē nahī̃ . 126Itnē sārē bhāī bahanō K|kē bīch mē̃ āpnē apnē dil sē promise kiyā tō vah madad milēgī .
176You will receive help - not by remembering it just like that, but it is because youpromised yourself from your heart in the midst of so many brothers and sisters, so you will receive that help.
127Kyōṅki bāpdādā chāhtē haĩ ki jō bhī bachchā yahā̃ hājir haĩ abhī , himmat tō rakhtē haĩ nā .
177BapDada wants all the children who are now present here now at least you have courage.
128Chāhtē tō haĩ nā bannā , nahī̃ tō hāth kyō̃ uṭhāō .
178You do want to become this; why else would you raise your hand?
129Nahī̃ uṭhāō , kaun dēkhtā haĩ lēkin sōchtē haĩ , himmat rakhtē haĩ lēkin us himmat kō pānī dētē rahō .
179Don’t raise it, who is seeing you? 180When you think about it and have courage, continue to give water to that courage.
130Bas promise kiyā aur chhūṭ jātē haĩ .
181Youpromised and you became free.
131Yah hāth hamē̃śā yād rakhō kitnī sabhā haĩ .
182Always remember this hand. 183How big is the gathering?
132Bāp tō hai hī .
184The Father is there anyway.
133Bāp kē āgē tō kyā itnē brāhmaṇō kē āgē saṅkalp kiyā uskō halkā nahī̃ karnā .
185You had the thought in front of so many Brahmins, not just the Father alone, so do not make light of this.
134Chāhtē hō tabhī tō hāth uṭhātē haĩ nā .
186It is because you want it that you raised your hands.
135Tō jō chāhnā haĩ , kahā hai hāth uṭhāyā hai nahī̃ . 136Man key|kī mērī chāhnā hai isīliē hāth uṭhāyā , tō uskō āgē baṛhātē rahō .
187So, whatever is your desire, and it is not just raising your hand because you are asked to, but it is your mind’s desire and this is why you raised your hand. 188So, continue to move forward in this.
137Bāt kō na dēkh karkē baḍhnē key|kī bāt kō sōchō .
189Do not look at the situation, but think about the aspect of moving forward.
138Hō jāyēgē .
190It will happen.
139Aur kaun banē̃gē !
191Who else will become this?
140Āp hī tō bannē vālē hō nā !
192You are the ones who are going to become this, are you not?
141Isliē apnē mē̃ faith rakhō , jō kahā haĩ vah karkē dikhānā hai .
193Therefore, havefaith in yourself. 194You definitely have to demonstrate what you have said.
142Ṭhīk hai nā !
195Is this all right?
143Vaisē bhī kahā jātā hai , apnā kahnā yād rakhō , jis samay kuchh hōtā bhī hai us samay is samay key|kī bāt yād rakhō kyōṅki abhī bhī jō kahtē haĩ , tō chāhtē tō hō nā , tabhī tō kahtē hō karē̃gē .
196In any case, it is said: remember what you said. 197Whenever something happens, remember the situation of this moment, because even now, you are saying something because you want it and this is why you are saying that you will do it.
144Abhī apnē kō bhī pakkā kartē rahō .
198Now, continue to make this firm within yourself.
145Amr̥itvēlē yah scene lāō mainē kyā saṅkalp uṭhāyā . 146Aur bāpdādā itnē bhāī bahan āpkō dēkhkar khuśh huē , tō itnē lōgō kō āpnē khuśhī dī|the .
199At amrit vela, bring in front of you thisscene of the thought that you had and how BapDada and so many brothers and sisters were happy to see you. 200So, you gave happiness to so many.
147Hā̃ kā hāth uṭhāyā sab khuśh huē nā .
201When you raised your hand to say, “yes”, so many became happy.
148Tō itnē bhāī bahinō key|kī khuśhī kō bhūlnā nahī̃ .
202So, do not forget the happiness of so many brothers and sisters.
149Yād tō rakh saktē hō nā .
203You can remember this much, can you not?
150Rakh saktē hō , ki mainē aisē-aisē vāyumaṇḍal mē̃ anubhav kiyā thā ?
204You can remember that you had experienced this in such and such an atmosphere, can you not?
151Parivartan hōnā tō hai .
205Transformation has to take place.
152Binā parivartan K|kē vahā̃ bhī sāth nahī̃ rahē̃gē , dūr dūr rahē̃gē .
206Without your transformation you cannot stay together there too, you will be far away.
153Tō achchhā lagēgā ?
207Would you like that?
154Ant mē̃ jab , chalō satyug mē̃ tō patā hī nahī̃ paḍēgā . 155Lēkin ant mē̃ result mē̃ jab patā paḍēgā yah kitnā number āyā , tō kyā hōgā ?
208In the golden age, you will not know about this, but when you come to know whatnumber you claimed in thefinal result, what will happen? 209You will also not like it at that time.
156Us samay bhī achchhā nahī̃ lagēgā .
210Therefore, have a determined thought.
157Isliē saṅkalp dr̥iṛh karō .
211You know thatcircumstances will come.
158Circumstance āyēṅgē , yah tō patā hī hai , anubhavī hō .
212You know about that, you have experienced that. 213You will have to do it.
159Karnā hai , sampūrṇ bannā hī hai , yah niśhchay rakhō .
214Have the faith that you definitely do have to become perfect.
160Lakṣhya kyā haĩ ?
215What is your aim?
161Jō itnē sab baiṭhē hai , kitnē sab aisē ā rahē haĩ .
216All of you who are sitting here, so many are coming here just like that.
162Tō lakṣhya kyā hai ?
217So, what is your aim?
163Sampūrṇ bannē kā hai nā !
218It is to become perfect, is it not?
164Tō har ēk kō dēkhō , rāt kō note karō jō lakṣhya hai , hāth uṭhāyā hai , lakṣhya hai aisē hī sārē din lakṣhaṇ chalē . 165Check karō apnē āpkō .
219So, each one see yourself. 220At night,note down whether your behavior is according to what your aim is and for what it is that you have raised your hands. 221Throughout the day, your behavior should be according to your aim.
166Dūsrā karē yā nahī̃ karē , apnē āpkō check karō .
222So,check yourself. 223No matter whether others do this or not,check yourself!
167Sabhī khuśh haĩ , kitnē khuśh hō ?
224Are all of you happy? 225How happy are you?
168Achchhā hai .
226It is good.
169Khuśhī kabhī nahī̃ ganvānā .
227Never lose your happiness.
170Bhalē kaliyug ant haĩ , tō bhī khuśh hō nā .
228Even though this is the end of the iron age, you are still happy, are you not?
171Tō khuśh hai aur sadā khuśh rahē̃gē .
229So, you are happy and you will always remain happy.
172Ṭhīk bōlā .
230Is that right?
173Ismē̃ dō-dō hāth uṭhāō .
231Raise both hands for this!
174Achchhā .
232Achcha.
175Abhī jab bhī kōī bāt hō nā , tō mainnē sabhā mē̃ itnē brāhmaṇō K|kē bīch mē̃ kismē̃ hāth uṭhāyā .
233Now, whenever something happens, remember what was it that you raised your hands for in this gathering of so many Brahmins.
176Hāth tō uṭhāyā nā abhī .
234You raised your hands for this, did you not?
177Ismē̃ pakkā rahnā kyōṅki satyug mē̃ bhī sāth rahnā hai nā ki alag hō jāyēṅgē .
235Now, remain firm in this because you are going to live together in the golden age too, are you not? 236Or, are you going to be separated?
178Sāth rahē̃gē nā .
237You will stay together.
179Rājya bhī karē̃gē tō sāth mē̃ karē̃gē nā .
238When you rule, you will rule together, will you not?
180Alag kahā̃ hō jāyēṅgē isliē sadā yād rakhō āpkā sāth ādhā kalp rahēgā .
239You will not be separated. 240So, always remember that you will be together for half the cycle.
181Pīchhē kuchh bhī hō lēkin ādhākalp sāth rahēgā .
241No matter what happens afterwards, you will remain together for half the cycle.
182Aur jō niśhchaybuddhi haĩ vah tō kyā samajhtē haĩ , śhurū sē last tak sāth rahē̃gē bhinn-bhinn rūp mē̃ .
242What do those who have faith in the intellect think? 243You will remain together from the beginning until the end in different forms.
183Bāpdādā ēk bhī bachchē kō alag nahī̃ karnē chāhtē haĩ .
244BapDada does not want a single child to be separated.
184Har ēk bachchā rōj amr̥itvēlē yād karō , sāth haĩ , sāth rahē̃gē , sāth rājya karē̃gē . 185Achchhā hai .
245Each of you children, remember every day at amrit vela: You are together, you will stay together and rule in the kingdom together.
186Bāpdādā kō saṅgaṭhan achchhā lagtā hai .
246It is good. 247BapDada likes the gathering.
187Aur aisē hī satyug mē̃ bhī samān banē̃gē tō vahā̃ bhī ikaṭṭhē hōtē rahē̃gē .
248In the same way, you will be equal in the golden age too, and so you will be together there too.
188Ēk dō mē̃ āyēgē jāyēṅgē , milē̃gē .
249You will come and go and meet one another.
189Sabhī haĩ nā sāthī .
250All of you are companions, are you not?
190Sāthī haĩ , hāth uṭhāō .
251You are companions, so raise your hands.
191Achchhā hai .
252It is good.
192Āpasamē̃ sāthī sāth rahē̃gē , kitnā achchhā hai .
253It is so good when the companions stay together.
193Bhalē alag rahē̃gē , lēkin dilakā sāth hōgā .
254Though you may be living separately, there will be the company of the heart.
194Dress change hōgī lēkin man nahī̃ change hōgā .
255Yourdress will change, but your mind will notchange.
195Achchhā .
256Achcha.
196Abhī phir milē̃gē .
257We will meet again.
197Sēvā kā turn gujarāt kā haĩ , 15 hajār bhāī bahinē gujarāt sē āyē haĩ 198Achchhā hai .
258It is the turn of Gujarat to serve: 15,000 brothers and sisters have come from Gujarat.It is good.
199Abhī bhī gujarāt jyādā hai , turn hai nā .
259Even now, there are more from Gujarat. 260It is theirturn.
200Aur gujarāt key|kī ēk viśhēṣhtā hai , ēk viśhēṣhtā yah hai ki sāth bhī hai lēkin dil mē̃ bhī sāth hai .
261Gujarat has one speciality. 262One speciality is that you are together and also together in your hearts. 263Whenever anorder is given, Gujarat comes.
201Kōī bhī order karō tō gujarāt ā jātā haĩ .
264The large number is also a fruit of service. 265The number in Gujarat is good.
202Saṅkhyā jyādā hai yah bhī sēvā kā phal haĩ .
266It is good. 267Gujarat is close and becomes a companion in every situation.
203Gujarāt mē̃ saṅkhyā achchhī hai .
268500 brothers and sisters from abroad have come: It is good.
204Achchhā hai , gujarāt najdīk bhī hai , her|har bāt mē̃ sāthī ban jātē haĩ .
269Thedouble foreigners who have come from abroad are actually from this land, but have come from abroad.
205Ḍaval vidēśhī - 5०० bhāī vahinē āyē haĩ
270Stand up. 271Achcha.
206Achchhā haĩ .
272One minute silence.
207Jō double vidēśhī , vidēśh sē āyē haĩ , haĩ tō dēśh K|kē lēkin vidēśh sē āyē haĩ , vah uṭhō . 208Achchhā . 209Ēk minute silence .
273It should feel as though there is no one in thehall. 274To all the children everywhere, each one please accept special love and remembrance.
210Aisē lagē jaisē hall|hāl mē̃ kōī nahī̃ .
275Seeing each child, BapDada is very pleased.
211Chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō bāpdādā kā viśhēṣh har ēk kō yādpyār svīkār hō .
276No matter where you are from, whether from this land or abroad, you now belong to the Father.
212Her|har bachchē kō bāpdādā dēkhkar kitnē khuśh hōtē haĩ , chāhē kahā̃ K|kē bhī hō , vidēśh K|kē hō , dēśh K|kē hō lēkin bāp K|kē ban gayē , yah khuśhī sabhī bachchō̃ kō haĩ . 213 ( New York key|kī mōhinī bahan kīyād dī|the , ghuṭanō kā operation huā haĩ )
277All the children have this happiness.
214Ṭhīk hō jāyēgā , kōī bāt nahī̃ chal paṛēgī , sabsē āgē .
278(Mohiniben of Madhuban told Baba that she has lot of knee pain.) 279It will become alright.
215Umaṅg hai .
280Never mind.
216Umaṅg K|kē kāraṇ hī chalēgī .
281You will start walking, will go ahead of all.
217Dādī jānakīsēḥ -
282You have enthusiasm and that will make you walk.
218 ( bābā dādī kō śharīr kā bahut baṛā paper āyā haĩ , āp kuchh jādū karō ) arē bāp alag hai hī nahī̃ .
283Dadi Jankiji: (Baba, Dadi is facing a very big paper of her body. 284Please do some magic.) 285Oh, but the Father is not separate at all.
219Jādū tō kar hī rahā hai .
286He is doing magic.
220Sārā yagya sāth hai , kyā bhī hō lēkin yagya key|kī mūrti hō .
287The whole yagya is with you. 288No matter what happens, you are an idol of the yagya.
221Āpkō dēkhkē sabkō utsāh ātā hai .
289Seeing you, everyone has enthusiasm. 290You are an instrument.
222Nimitt hai .
291* O M S H A N T I*