मंगलवार 3 नवंबर 2015 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 03-11-15 ōm śhānti “ avyaktabāpadādā ” madhuban 1" prabhu pyārō̃ kā saṅgaṭhan saṅgam K|kē is mahān samay mē̃ hī hōtā hai , her|har bachchē K|kē dil mē̃ bābā aur bābā K|kē dil mē̃ sikīladhē bachchē haĩ "

0> > 03-11-15 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban 1The gathering of those loved by God only takes place at this great (auspicious) time of the confluence age. 2Baba is in the heart of each child and the specially beloved, long-lost and now-found children are in Baba’s heart.

2Āj bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ kyōṅki har ēk bachchā bāp kō dēkh harṣhit hō milan manā rahā hai .

3Today, BapDada is pleased to see all the children from everywhere, because each child is happy to see the Father and is celebrating a meeting.

3Yah bāp aur bachchō̃ kā rūhānī milan kitnā pyārā hai .

4This spiritual meeting between the Father and the children is so lovely.

4Yah milan amar banānē vālā milan hai .

5This meeting is a meeting that makes you immortal.

5Har ēk bachchā amar bhav K|kē vardānī hai .

6Each child has received the blessing: May you be immortal.

6Kuchh bhī hō lēkin bachchē bāp sē milan manānē mē̃ sadā busy haĩ .

7No matter what happens, children are always busy celebrating a meeting with the Father.

7Sabkē mukh sē kyā nikal rahā hai  ?

8What is emerging from each one’s lips?

8Vāh bābā vāh  !

9Wah Baba! 10Wah!

9Aur bāp K|kē mukh sē yahī bōl nikal rahē haĩ - vāh mērē sikīladhē bachchē vāh  !

11And, these words are emerging from the Father’s lips: Wah My long-lost and now-found children! 12Wah!

10Vāh  !

13Wah!

11Sabkē mukh sē vāh-vāh kā gīt sunāī dē rahā hai .

14The song of ‘Wah! 15Wah!’ can be heard coming from everyone’s lips.

12Sabkē chēhrē vāh-vāh K|kē gīt gā rahē haĩ .

16Each one’s face is singing the song, ‘Wah!

13Bāpdādā bhī respond dē rahē haĩ vāh bachchē vāh  !

17Wah!’ BapDada is also giving the response: Wah children! 18Wah!

14Sabkē dil kā āvāj chāhē dūr haĩ , chāhē najdīk haĩ lēkin sabkē dil kā āvāj respond kar rahā hai , bāp kahtē vāh bachchē vāh aur bachchē kahtē vāh bābā vāh .

19The sound from everyone’s heart, whether they are far away or nearby, the sound from each one’s heart is giving a response. 20The Father says: Wah children! 21Wah! 22And the children say, ‘Wah Baba!

15Yah vāh vāh kā gīt gūñj rahā hai .

23Wah!’ This song of ‘Wah! 24Wah! is echoing everywhere. ‘Wah!

16Sabkē face sē automatic vāh vāh nikal rahā hai .

25Wah!’ is emerging automatically from everyone’s face.

17Āj key|kī mubārak sabkē mukh sē sunāī dē rahī hai .

26Congratulations for today can be heard coming from everyone’s lips.

18Sabhī ēk hī khuśhī kā gīt gā rahē haĩ vāh bābā vāh  !

27Everyone is singing the one song of happiness: Wah Baba! 28Wah!

19Bāp K|kē mukh sē gīt hai vāh sikīladhē ēk-ēk bachchā vāh  !

29The song from the Father’s lips is: Wah beloved, long-lost and now-found children, each child! 30Wah!

20Tō is samay sārī sabhā K|kē dil kā āvāj vāh bābā vāh  !

31So, at this time, the sound from the heart of the whole gathering is: Wah Baba! 32Wah!

21Bāp kā āvāj vāh bachchē vāh  !

33The sound coming from the Father is: Wah children!

22Sab vāh vāh haĩ .

34Wah! 35All are ‘Wah!

23Bhalē puruṣhārthī haĩ , number-vār bhī haĩ lēkin har ēk K|kē man kā āvāj ēk hī hai vāh vāh  !

36Wah!’ Though you are effort-makers and you are numberwise, the sound from each one’s mind is: Wah!

24Sōch kyā rahē haĩ  !

37Wah! 38What are you thinking?

25Vāh vāh kar rahē haĩ .

39You are saying, ‘Wah!

26Āp sabkē dil kā āvāj vāh vāh kā hai nā  !

40Wah!’ The sound from the heart of each one of you is ‘Wah!

27Bābā kahtē vāh sikīladhē bachchē vāh aur bachchē kahtē vāh bābā vāh  !

41Wah!’, is it not? 42The Father says, ‘Wah beloved long-lost and now-found children, wah!

28Tō sab kaun baiṭhē haĩ  ?

43Wah!’, and the children say, ‘Wah Baba!

29Kahā̃ sē bhī āyē haĩ lēkin yah saṅgaṭhan kinhō̃ kā hai  ?

44Wah!’ So, who are all of you who are sitting here? 45No matter where you may have come from, which gathering is this?

30Chāhē number-vār bhī haĩ lēkin bāp K|kē bachchē haĩ isliē jaisē bāp vāh vāh hai , har ēk key|kī dil mē̃ kyā baj rahā hai  ?

46You may be numberwise, but you are the Father’s children and this is why, just as the Father is ‘Wah! 47Wah!’, what song is playing in the heart of each one of you?

31Vāh bābā vāh .

48Wah Baba! 49Wah!

32Bāp key|kī dil mē̃ kyā gīt baj rahā hai  ?

50What song is playing in the Father’s heart?

33Vāh bachchē vāh  !

51Wah children! 52Wah!

34Bhalē number-vār haĩ lēkin har ēk K|kē jīvan kā lakṣhya kyā hai  ?

53You may be numberwise, but for each one of you, what is the aim of your life?

35Viśhva mē̃ agar vāh vāh kā saṅgaṭhan dēkhnā hō tō kahā̃ dēkhnē mē̃ āyēgā  ?

54If you want to see a gathering of ‘Wah! 55Wah!’ in the world, where would you be able to see it?

36Āj bhī abhī bāpdādā vāh vāh kā saṅgaṭhan dēkh rahā hai .

56Today, even now, BapDada is seeing the gathering of ‘Wah!

37Chāhē number-vār tō haĩ lēkin haĩ vāh vāh  !

57Wah!’. 58Though you are numberwise, you are ‘Wah!

38Sab prabhu pyārē haĩ .

59Wah!’. 60All are loved by God.

39Tō yah saṅgaṭhan prabhu pyārō̃ kā hai .

61So, this is a gathering of those who are loved by God.

40Har ēk chāhē number-vār hō lēkin mūl ādhār sabkā ēk hai .

62Each one of you may be numberwise, but the main support of all of you is One.

41Sabkē dil sē mukh sē kyā nikaltā hai  ? 42Vāh bābā vāh  !

63What is emerging from the hearts and lips of all of you? ‘Wah Baba!

43Aur bāp K|kē mukh sē kyā nikaltā hai  ?

64Wah!’ And, what is emerging from the Father’s lips?

44Vāh sikīladhē bachchē vāh  !

65Wah beloved, long-lost and now-found children!

45Tō har ēk apnē kō chāhē baiṭhnē mē̃ āgē pīchhē hō lēkin har ēk bāp K|kē sikīladhē haĩ .

66Wah! 67So, each one of you whether sitting in the front or the back, you are a especially beloved child of the Father.

46Bāp bhī har ēk bachchē kō usī rūp mē̃ dēkh rahē haĩ .

68The Father is also seeing each of you children in that form.

47Har ēk K|kē dil mē̃ kaun  ?

69Who is in the heart of each one of you?

48Tō kyā kahē̃gē  ?

70What would you say?

49Vāh vāh bābā  !

71Wah wah Baba!

50Aur bāp key|kī dil mē̃ kaun  ?

72And, who is in the Father’s heart? 73Each child.

51Her|har bachchā hai . 52Number hai lēkin sikīladhē sab haĩ .

74There is a number, but all are specially beloved, long-lost and now-found ones.

53Āj kā yah saṅgaṭhan kyā kahē̃gē  ?

75What would you call this gathering today?

54Har ēk bāp kā sikīladhā hai . 55Aisē anubhav kartē hō nā  !

76Each one is a specially beloved long-lost and now-found child of Baba.

56Sabkē sūrat sē aisā anubhav hō rahā hai ki sabkē dil mē̃ ēk bāp hai . 57Aur bāp bhī her|har bachchē kō dēkh dēkh muskarā rahā hai vāh bachchā vāh  !

77You experience this, do you not? 78From each one’s face, it is experienced that each one of you has the Father in your heart. 79And the Father is also smiling when He sees each child: Wah child!

58Yah milan is samay kā milan kitnā mahān hai  !

80Wah! 81This meeting of this time is such a great meeting.

59Sārē kalp K|kē andar agar mahān samay hai tō ab hai isīliē gāyan hai saṅgamyug mahān yug hai .

82If there is a great time in the whole cycle, it is now. 83This is why it is remembered that the confluence age is the great age.

60Bāpdādā isī mahāntā sē bachchō̃ sē mil rahē haĩ .

84BapDada is meeting all the children who have this greatness.

61Bachchē kahtē haĩ bāp mahān hai , bāp kyā kahtē haĩ  ?

85Children say that the Father is great and what does the Father say?

62Chāhē kaisā bhī bachchā hai lēkin bāp kā ati pyārā hai .

86No matter what a child may be like, he is deeply loved by the Father.

63Bhalē number-vār hai lēkin bāp kō her|har bachchā pyārā hai .

87Though you may be numberwise, the Father loves every child.

64Bāp kā pyār her|har bachchē kō anubhav mē̃ hai .

88Every child has the experience of the Father’s love.

65Pyār sē kyā kahtē  ? 66Mērā bābā .

89What do you say with love? ‘My Baba’.

67Aur bāp kyā kahtē  ?

90And what does the Father say?

68Ēk ēk kō , mērā bachchā .

91To each one, He says: My child.

69Ēk dō sē pyārē haĩ .

92Each one is more loved than the next.

70Āj kā din milan kā din hai .

93Today is the day for celebrating a meeting.

71Kitnē bhī bachchē haĩ , kahā̃ bhī hai , kaisā bhī hai lēkin bāp kā pyārā hai .

94No matter how many children there are, wherever they may be and whatever they may be like, each one is loved by the Father.

72Aisē hai  ?

95Is it like that?

73Har ēk bāp kā pyārā hai .

96Each one is loved by the Father.

74Hāth uṭhāō .

97Raise your hands!

75Dēkhō , sabhī K|kē hāth yahā̃ ākē dēkhō .

98Look, come here and look at everyone’s hands.

76Dādī yahā̃ sē dēkhō sabkā kitnā pyār hai .

99Dadi, come here and see how each one has so much love.

77Sabkē pyār kā hāth uṭh rahā hai .

100Everyone’s hand of love is raised.

78Yahā̃ sē bhī dēkh rahē haĩ .

101Baba is seeing from here.

79Yahā̃ baiṭhē bhī dēkh saktē haĩ .

102You can see it while sitting here.

80Jahā̃ bhī dēkhō kaun baiṭhē haĩ  ?

103Wherever you look, who is sitting there?

81Hā̃ dēkhō ākē kitnā majā ātā hai .

104Yes, come and see how much pleasure there is.

82Bāp K|kē pyārē , lāḍlē baiṭhē haĩ aur kitnē sādhāraṇ baiṭhē haĩ .

105Baba’s specially loved ones, the lovely ones are sitting here and they are sitting so ordinarily.

83Sabhī bāp K|kē pyārē haĩ nā  !

106All are specially loved by the Father, are you not?

84Hāth uṭhāō .

107Raise your hands!

85Yah scene ākē dēkhō , sab kaisē muskarātē haĩ .

108Come here and see this scene and see how everyone is smiling.

86Sabkē dil kā hall|hāl śhakla sē dikhāī dē rahā hai .

109The condition of each one’s heart is visible in each one’s face.

87Sabkē dil mē̃ kaun  ?

110Who is in each one’s heart?

88Kyā kahē̃gē  ?

111What would you say?

89Mērā bābā .

112My Baba.

90Aur bāp kyā kahtē haĩ  ?

113And, what does the Father say?

91Mērā bachchā .

114My children.

92Sabhī bāp K|kē pyārē lāḍlē haĩ nā .

115All of you are specially loved by the Father, are you not?

93Haĩ  ?

116Are you?

94Hāth uṭhāō .

117Raise your hands!

95Dēkhō , bāp dēkh rahē haĩ , āpkō dēkhnē mē̃ nahī̃ ātā lēkin bāp kahtē haĩ ēk bārī ākē sabhā kō dēkhō , kitnē pyārē haĩ .

118Look, the Father is watching. 119You cannot see it, but the Father says: Come here once and look at the gathering and see how specially loved and lovely they are!

96Kitnē lāḍlē haĩ .

120Have you seen it?

97Dēkhā hai  ?

121Come!

98Āō ( bāpdādā dādī jānkī kō bulā rahē haĩ ) ā saktī haĩ .

122(BapDada called Dadi Janki onto the stage.) 123You can come. 124Yes, stand there and look.

99Hā̃ khaṛē hōkar dēkhō .

125(Wonderful Baba! 126Wah Baba!

100 ( wonderful bābā vāh bābā vāh , bābā bahut achchhī sabhā hai ) har ēk bachchā lāḍlā hai .

127Wah! 128Baba, the gathering is very good.) 129Each child is especially loved. 130It is the turn of Indore to serve.

101Sēvā kā turn Indore kā hai , 7 hajār āyē haĩ , usmē̃ hostel key|kī 150 kumāriyā̃ haĩ  : sab sēvā kē liē ever ready haĩ .

1317000 brothers and sisters have come and there are 150 kumaris from the hostel. 132All are ever ready for service.

102Bāp nē dēkhā har ēk zone samay par apnā part achchhā bajā rahē haĩ aur āp sab bhī her|har zone K|kē sēvā sē santuṣhṭ haĩ nā  !

133The Father saw that each zone is playing its part very well at a time of need. 134And all of you are also content with the service from each zone, are you not?

103Santuṣhṭ hai  ?

135Are you content?

104Hāth uṭhāō .

136Raise your hands!

105500 double vidēśhī 55 dēśhō̃ sē āyē haĩ  : double vidēśhī jyādā āyē haĩ .

137500 double-foreign brothers and sisters have come from 55 countries.

106Double vidēśhī sabhī hāth uṭhāō .

138Double foreigners have come in large numbers.

107Dēśh K|kē bhī achchhē nimitt banē huē haĩ .

139All double foreigners, raise your hands!

108Double vidēśhī , vaisē bhī vidēśhī purūṣhārth karnē mē̃ achchhē haĩ .

140Those from this land too are good instruments.

109Purūṣhārth mē̃ āgē baṛh rahē haĩ .

141Double foreigners are good effort-makers anyway.

110Aisē nahī̃ ki India vālē nahī̃ .

142You are moving forward with your efforts.

111Har ēk bachchā chāhē Indian haĩ , chāhē vidēśhī hai lēkin her|har bachchā achchhē purūṣhārth mē̃ lagē huē haĩ .

143This doesn’t mean that those from India are not. 144Each child, whether an Indian or a double foreigner, is engaged in making good effort.

112Har ēk K|kē man mē̃ yahī hai ki number āgē sē āgē lēnā hī hai .

145In each one’s mind is the thought to claim the number ahead of everyone.

113Bāpdādā bhī bachchō̃ kā purūṣhārth dēkh khuśh hai ki bāp sē , dādā sē sabhī kā chāhē vidēśhī chāhē dēśhī , har ēk kā bāpdādā sē dil kā pyār achchhā hai aur bāpdādā kā pyār bhī dēśh vidēśh ēk-ēk bachchē sē dil kā pyār hai .

146Seeing the efforts of the children, BapDada is pleased, that for Bap and for Dada, each one, whether from this land or abroad, has very good love in their heart for BapDada. 147BapDada too has love in His heart for each child, whether from this land or abroad.

114Chāhē number kaisā bhī hō lēkin bāp kā pyār last bachchē sē bhī jyādā hai kyōṅki har ēk yād mē̃ baiṭhtē haĩ tō kiskī yād mē̃ baiṭhtē haĩ  ?

148No matter what number each one may be, the Father has a lot of love for even the last number child, because when they sit in remembrance, in whose remembrance are they sitting?

115Bāp kī yād mē̃ baiṭhtē haĩ .

149They are sitting in remembrance of the Father.

116Jō bachchē ēk hī bāp kī yād mē̃ rahtē haĩ tō bāp bhī chāhē dēśhī chāhē vidēśhī sabkā pyārā hai .

150Children stay in remembrance of the one Father, and so the Father too is loved by all, whether by those from India or those abroad.

117Bāp K|kē dil mē̃ kaun  ?

151Who is in the Father’s heart?

118Har ēk bachchā dil kā dulārā hai .

152Each child is especially loved from the heart.

119Bāp kā sabhī bachchō̃ kē liē , chāhē dēśhī vidēśhī her|har bachchē kē liē dil mē̃ pyār hai .

153The Father has love in His heart for all the children, whether from this land or from abroad.

120Bāp nē dēkhā hai ki her|har bachchē kā bhī bāp sē pyār hai tabhī chal rahē haĩ .

154The Father saw that each child has love for the Father and this is why each one is continuing to move along.

121Agar bāp sē connection nahī̃ hō tō śhakti kahā̃ sē lē̃gē .

155If you have no connection with the Father, from where would you get power?

122Bāp sē hī tō śhakti lēkē chal rahē haĩ .

156You are moving along by taking power from the Father.

123Bachchō̃ kā pyār bāp sē achchhā hai . 124Aur bāp kā pyār her|har bachchē sē hai .

157Children have very good love for the Father, and the Father too has love for each child.

125Kahā̃ bhī hai chāhē dēśh , chāhē vidēśh lēkin her|har bachchā bāp kā pyārā hai .

158No matter where you may be, whether in this land or abroad, each child is loved by the Father.

126Chāhē kōī bhī hō , bāp kā pyār chalā rahā hai .

159No matter who it is, the Father’s love is making you move.

127Bāp kō yād hī nahī̃ karē̃gē tō śhakti kahā̃ sē milēgī .

160If you do not even remember the Father, from where will you receive power?

128Har ēk kā sambandh bāp sē hai .

161Each one has a relationship with the Father.

129Kōī kahē hamārā bāp sē pyār nahī̃ hai , vah hāth uṭhāō .

162Those of you who say that you do not have love for the Father, raise your hands!

130Jō apnē āpkō samajhtē haĩ ki ham apnē purūṣhārth sē chal rahē haĩ . 131Purūṣhārth kitnā bhī karē̃ , kōī samajhtē haĩ ki ham apnē purūṣhārth sē chal rahē haĩ , tō vah hāth uṭhāō .

163Those of you who consider yourselves to be moving along with your own efforts - no matter how much effort you make – those of you who think that you are moving along based on your own efforts, raise your hands!

132 ( kōī nahī̃ )

164(None raised their hands).

133Mōhinī bahan  : sadā bābā sāth hai .

165Mohiniben: Baba is always with you.

134Her|har bachchē kē sāth hai .

166Baba is with every child.

135Sadā bāp sāth hai , aisē anubhav hōtā hai  ?

167Do you experience that the Father is always with you?

136Bāp har ēk bachchē K|kē sadā sāth hai , bāp ēk hōtē bhī sabsē nibhā saktā hai .

168The Father is always with every child. 169The Father is only One and yet can fulfil His responsibility to everyone.

137Abhī āp dēkhō jitnē bhī baiṭhē hō , tō kiskā sāth hai  ?

170Look, however many of you are sitting here. 171Who’s company do you have?

138Bāp kā nā  !

172You have the Father’s company.

139Tō bāp K|kē sāthī haĩ , ēk-ēk kē sāth bāp hai aur sāth rahē̃gē .

173So, you are the Father’s companions. 174The Father is with each one of you and will remain with you.

140Bāp har ēk kē sāth hai nā .

175The Father is with each one of you, is He not?

141Mōhinī bahan , Newyork  : jō part bajā rahē haĩ , achchhā hai .

176Mohiniben (New York): The part that you are playing is good.

142 ( bābā yahā̃ tak lē āyē isliē āpkō bahut-bahut thanks ) kahā̃ bhī hō , her|har bachchē kā yādpyār bāp kō pahuñchtā rahtā hai .

177(Baba, many, many thanks to You for bringing me here.) 178No matter where you may be, each child’s love and remembrance continues to reach the Father.

143Kōī bhī dūr nahī̃ hai , dil mē̃ hai .

179No one is far away, they are in the heart.

144Sabsē najdīk hō .

180You are the closest.

145 ( dūrī nahī̃ lagtī hai ) dūr hai bhī nahī̃ .

181(I don’t feel any distance.) 182You are not far away anyway.

146Sabhī bāp K|kē dil mē̃ samāyē huē haĩ .

183All are merged in the Father’s heart.

147Sabhī dil mē̃ haĩ nā  ?

184All of you are in the heart, are you not?

148Dilavar kaun  ?

185Who is the Beloved?

149Bāpdādā hī tō dilavar hai .

186Only BapDada is the Beloved.

150Bachchō̃ kā dil bhī bāp kē sāth hai hī .

187The children’s hearts are also with the Father.

151Binā bāp kē sāth K|kē kōī hai hī nahī̃ .

188There isn’t anyone who is without the Father’s company.

152Sāth haĩ , sāth rahē̃gē .

189You are with Him and will always remain with Him.

153Sabhī sadā sāth K|kē anubhav mē̃ rahtē haĩ nā  !

190All of you constantly stay in the experience of His company, do you not?

154Hāth uṭhāō .

191Raise your hands!

155 ( ramēśh bhāī nē pūnā K|kē jagadambā bhavan kā nakśhā bāpdādā kō dikhāyā ) jitnā bhī baṛhānē chāhō utnā baṛhā saktē hō , chāhē jagadambā , chāhē kōī kārya kē nimitt kōī bachchā bhī hai , tō bhī har ēk baṛh saktā hai aur baṛh rahā hai .

192(Rameshbhai presented the plan of Jagadamba Bhavan in Pune to BapDada): You can extend it as much as you want. 193Whether it is for Jagadamba, or any child who is instrument for any other task, still each one can progress and is moving forward.

156Bāpdādā kō khuśhī hai ki har ēk bachchā āgē baṛh rahā hai .

194BapDada is pleased that each child is moving forward.

157Jitnī bhī tākat hai utnā achchhā part bajā rahē haĩ .

195However much strength you have, you are accordingly playing your part well.

158Har ēk bachchē mē̃ umaṅg utsāh achchhā hai .

196Each child has very good zeal and enthusiasm.

159Bāpdādā khuśh hai ki har ēk bachchā sadā apnē purūṣhārth mē̃ lagā huā hai aur lagā rahēgā .

197BapDada is pleased that each child is constantly engaged in his own efforts and will remain so.

160Sabhī achchhē purūṣhārth mē̃ āgē baṛh rahē haĩ , yah dēkh bāpdādā khuśh hai .

198All of you are moving ahead well in your efforts. 199BapDada is pleased to see this.

161Kuchh bhī hō lēkin apnā purūṣhārth apnē sāth hai aur sārā parivār bhī sāth hai , akēlē nahī̃ hō .

200No matter what happens, your efforts are with you and the whole family is with you. 201You are not alone.

162Sāthī haĩ aur sāth rahē̃gē .

202The Companion is with you and will remain with you.

163Har ēk K|kē dil mē̃ ēk hī bāp yād hai .

203Each one’s heart has remembrance of the one Father.

164 ( br̥ijmōhan bhāī nē dillī - India gate kā programme sunāyā , 8 November kō vahā̃ baṛā programme rakhā hai , vahā̃ dōnō̃ dādiyā̃ ā rahī haĩ usmē̃ viśhēṣh ham kyā karē̃  ?

204Brijmohanbhai told BapDada of the grand event due to take place at India Gate, Delhi on the 8th of November. 205Both Dadis are going to come there, so what should we specially do?

165) viśhēṣh yahī hai ki bāp kō pratyakṣha karnā hai .

206The special thing is that you have to reveal the Father.

166Bāp kō pratyakṣha karnā arthāt sab kuchh kartē sab sambandh ēk bāp sē rakhnā hai .

207To reveal the Father means while doing everything, to have all relationships with the one Father.

167Tō bāp sē sambandh rakhnē kā ādhār bahut achchhā hai .

208So, the basis of having a relationship with the Father is very good.

168Khās saṅgaṭhit programme rakhnā hai .

209Especially have a collective programme.

169Kōī bhī nahī̃ samajhē ki yah dillī kā programme hai .

210No one should think that this is Delhi’s programme.

170Sabkā bāp hai , sabkā programme hai .

211The Father is everyone’s and the programme is everyone’s.

171Bhalē kōī najdīk hai , kōī dūr hai lēkin hai sabhī kā .

212Though some may be close and others far away, it is everyone’s.

172Yahī umaṅg utsāh hai aur isī kō hī baṛhānā hai .

213There is zeal and enthusiasm and this has to be increased.

173Kahā̃ bhī programme hai lēkin hamārā hai .

214The programme can be anywhere, but it is ours.

174Ēk hī parivār hai .

215It is one family.

175Ēk hī sabkā bāp hai .

216The Father of all is just the One.

176Ēk haĩ , chāhē anēk dikhāī dētē haĩ lēkin sabhī ēk haĩ .

217Though many may be visible, all are one. 218This is the speciality of this place.

177Yahī viśhēṣhtā yahā̃ kī hai , ṭukṛā ṭukṛā nahī̃ hai .

219It is not divided into pieces. 220Dr.

178 ( ḍā . banārasī bhāī nē medical wing sēvāō̃ kā book dikhāyā ) achchhā hai , sabhī banātē haĩ aur bāp khuśh hōtē haĩ .

221Banarasibhai showed BapDada a book of the (30 years of) service done by the Medical Wing: It is good. 222All of you have made it and the Father is pleased.

179Bas sab mil karkē chal rahē haĩ aur chaltē rahē̃gē .

223All of you are moving along together and will continue to do so.

180Bhūpāl bhāī nē udayapur K|kē makān kē bārē mē̃ pūchhā  : jō bhī kārya chaltā hai nā usmē̃ sabhī kā sāth hai .

224Bhopalbhai asked BapDada about the building in Udaipur: Whatever task takes place, everyone is together in it.

181Ēk kā nahī̃ , brahmākumāriyō̃ kā hai , kumār usmē̃ ā gayē .

225It is not just one person’s, it is of the Brahma Kumaris’ and the Kumars are included in that.

182 ( udayapur mē̃ sabkā ānā jānā hōtā hai ) ānā-jānā tō rahēgā hī , parivār hai nā .

226(Everyone comes and goes from Udaipur). 227Coming and going will continue because this is a family.

183Ōmaprakāś bhāī , Indore  : tabiyat ṭhīk hai .

228Om Prakashbhai, Indore: Is your health OK?

184 ( pahlī bār bīmār huā hū̃ ) sabkī madad sē bāp kē sāth sē āgē baṛhtē chalō .

229(This is first time I have been ill.) 230With everyone’s help and the Father’s company, you can continue to move forward.

185Ṭhīk chal rahē haĩ , āgē baṛhtē rahē̃gē .

231You are moving along well and will continue to move forward.

186Tabiyat thōṛī hai ḍhīlī lēkin ṭhīk hō jāyēgī .

232Your health is a little poor, but it will be fine.

187Achchhā hai .

233It is good.

188Sambhāl sē chaltē rahō .

234Continue to move along with care.

189Kamalēś bahan , kaṭak  : ṭhīk hai .

235Kamleshben, Cuttack: Are you OK?

190Achchhā hai .

236Are you well?

191 ( āpkī blessing sē ṭhīk hai ) blessing tō sadā hai hī .

237(With Your blessings, I am fine.) 238You have blessings for all time.

192Jō bhī tabiyat mē̃ thōṛā bahut hōtā hai , tō samay kaliyug kā hai , ismē̃ yah sab tō ātā hī hai lēkin sab kuchh hōtē huē bāp kī yād mē̃ sūlī sē kāṇṭā banānā hai .

239Whatever little bit happens to the health, this is the time of the iron age, and so there will be all of this at this time. 240However, while facing everything, change a crucifix into a thorn by having remembrance of the Father.

193Āvē kitnā bhī sūlī K|kē rūp mē̃ lēkin bāp kī yād sē kāṇṭā ban jāyē .

241It may come to you in the form of a crucifix, but by having remembrance of the Father, make it become like a thorn. 242Achcha.

194Achchhā .

243* O M S H A N T I*