शुक्रवार 12 फ़रवरी 2016 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> > 12-02-16 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 12-02-16 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
1 science K|kē sādhanō̃ nē milan kā rāstā bahut sahaj banā diyā hai lēkin sabsē achchhī yād dil kī hai , dil mē̃ bābā bābā yād hō , bābā hī dil mē̃ samāyā huā hō
1The facilities of science have made the means for a meeting very easy, but the best remembrance is of the heart. 2Let there be remembrance of “Baba, Baba” in your heart. 3Let Baba be merged in your heart.
2Ōm śhānti .
4Om Shanti.
3Sabhī bāpdādā K|kē lāḍlē bachchō̃ kō dēkh bāpdādā bhī bahut hārṣit hō rahē haĩ kyōṅki her|har bachchā bāp kō kitnā pyārā hai .
5BapDada is very pleased to see all the beloved children, because each child is loved by the Father so much.
4Har ēk kā chēhrā dēkh bāpdādā K|kē man mē̃ ēk-ēk bachchē key|kī sūrat mē̃ bāp key|kī mūrt dēkh bāp kō bhī kitnā harṣh hōtā hai .
6Seeing each one’s face, BapDada is very pleased and He is seeing in His mind the Father’s image in each child’s face.
5Jaisē bachchō̃ key|kī her|har śhakla mē̃ bāp kō dēkh bāp hārṣit hōtē haĩ aisē hī har ēk bhārat yā vidēśh dōnō̃ taraph K|kē bachchō̃ kō sākār mē̃ sāmnē dēkh bāp kitnā khuśh hōtā hai .
7Just as the Father is pleased to see the Father in each child’s face, similarly, the Father is also very happy when He sees the children, both those from abroad and those from Bharat, in front of Him in the corporeal form.
6Vāh har ēk bachchā vāh !
8Wah each child! 9Wah!
7Sabkē nayan ati nyārē aur pyārē dikhāī dē rahē haĩ kyōṅki har ēk key|kī dil yahī bōl rahī hai vāh bābā vāh !
10Everyone’s eyes are seen to be very unique and lovely, because each one’s heart is saying: Wah Baba! 11Wah!
8Jō sākār rūp mē̃ bāp aur bachchē kā yah milan kitnā pyārā lag rahā hai .
12The meeting of the Father and the children in the corporeal form is such a lovely meeting.
9Kitnē samay kē bād sākār mē̃ bāpdādā bachchō̃ kō dēkh aur bachchē bhī bāp kō dēkh kitnā hārṣit hōtē haĩ .
13Seeing the children in the corporeal form after a long time, BapDada is pleased to see the children and the children are also pleased to see the Father.
10Har ēk key|kī dil mē̃ yahī gīt baj rahā hai vāh bābā vāh !
14In each one’s heart, the song is playing: Wah Baba!
11Aur bāp K|kē dil mē̃ bhī yahī gīt hai vāh bachchē vāh !
15Wah; and in the Father’s heart, too, there is this song: Wah children!
12Har ēk bachchē K|kē in āṅkhō̃ sē sākār vatan mē̃ yah mulākāt kitnī pyārī hai .
16Wah! 17Each child’s meeting in the corporeal world, with these eyes, is so lovely.
13Bachchō̃ K|kē dil mē̃ vāh bābā vāh !
18In the children’s hearts there is “Wah Baba!
14Aur bāp K|kē dil mē̃ vāh bachchē vāh !
19Wah”, and in the Father’s heart is “Wah children!
15Yah thōṛē samay kā milan kitnā pyārā hai .
20Wah”. 21This meeting of a short time is so lovely.
16Her|har bachchē K|kē dil mē̃ bāp samāyā huā hai .
22The Father is merged in the heart of each child.
17Aisē prēm svarūp her|har bachchā dōnō̃ K|kē dil mē̃ mērā bābā aur bāp K|kē dil mē̃ mērē bachchē .
23In this way, each child is an embodiment of love. 24Both have “My Baba” or “My children” in their hearts.
18Is ghaṛī majority her|har bachchē sammukh bāp kō dēkh dil mē̃ mukh mē̃ mērā bābā , yahī gīt sun rahē haĩ .
25At this moment, seeing the Father personally, the song heard from the hearts and lips of the majority of children is “My Baba!”
19Har ēk K|kē dil mē̃ mērā bābā , bhalē number-vār haĩ lēkin samāyā kyā hai ?
26Although each of you has “My Baba” in your heart, numberwise, what is merged in your heart?
20Mērā bābā .
27“My Baba!”
21Aur bāp K|kē dil mē̃ kaun ?
28And, who is in the Father’s heart?
22Mērē bachchē .
29“My children.”
23Itnā sammukh milan manātē dēkh sabkī dil hārṣit hō rahī hai .
30Seeing so many children celebrating a meeting personally, everyone’s heart is very happy.
24Bāp bhī ēk-ēk bachchē K|kē dil key|kī yād kā phōṭō dēkh dēkh hārṣit hō rahē haĩ , vāh bachchē vāh !
31The Father is also very pleased to see the photo of remembrance in the heart of each child. 32“Wah children!
25Yah milan , sammukh milan , chāhē kisī dvārā hai lēkin yah milan , is milan kā anubhav sādhāraṇ nahī̃ , bāp key|kī dil mē̃ , itnē sab bachchē bāp K|kē dil mē̃ samāyē huē haĩ .
33Wah!” 34This experience of the personal meeting, through whatever means, is not ordinary. 35So many children are merged in the Father’s heart. 36Emerging from the children’s hearts is, “Wah Baba!
26Bachchō̃ K|kē dil sē vāh bābā vāh , aur bāp K|kē dil sē vāh bachchē vāh !
37Wah”, and emerging from the Father’s heart is, “Wah children! 38Wah!”
27Har ēk key|kī dil mē̃ , bachchō̃ K|kē dil mē̃ bābā , bābā key|kī dil mē̃ bachchē .
39In each heart, in the heart of the children, there is Baba, and in Baba’s heart there are the children.
28Yah dil kā milan chitra K|kē rūp mē̃ dēkhō tō har ēk lav|love mē̃ līn hai .
40When you look at the meeting of the heart in the form of a picture, then each one is absorbed in love.
29Har ēk key|kī dil kyā kah rahī hai ?
41What is each one’s heart saying?
30Mērā bābā , mīṭhā bābā , pyārā bābā aur bābā bhī ēk-ēk bachchē kā pyār dil mē̃ samāyē huē haĩ .
42“My Baba, sweet Baba, lovely Baba!” and Baba too has merged the love of each child in His heart.
31Bhakti mē̃ aisē nahī̃ sōchā thā tō aisē prabhu milan ham bachchō̃ K|kē bhāgya mē̃ hai lēkin drama kahē̃ yā takdīr kahē̃ , har ēk bachchē K|kē bhāgya kō dēkh bāp kō kitnī khuśhī hōtī hai .
43On the path of devotion, you never thought that you would have the fortune of having such a meeting with God. 44However, call it the drama or your destiny, seeing the fortune of each child, the Father is so happy.
32Vāh bachchē vāh !
45Wah children! 46Wah!
33Aisā milan jaisē sammukh mil rahē haĩ .
47In this meeting, it is as though you are meeting face to face.
34Tō iskō kahē̃gē aisē milan kā maukā milā huā hai drama mē̃ .
48It would be said that you have been given such an opportunity within the drama to have such a meeting.
35Bahut achchhā man ānand mē̃ ā jātā hai .
49It is very good. 50Your mind becomes blissful.
36Bhalē rūp dūsrā hai phir bhī milan tō hai nā !
51Though it is in a different form, it is still a meeting.
37Kyā bhāsnā ātī hai ?
52What feeling do you have?
38Bāp milnē āyā hai .
53That the Father has come to meet you.
39Bachchē milnē āyē haĩ .
54The children have also come to meet the Father.
40Aisā bhāgya sākār rūp mē̃ aisē milēgā yah drama mē̃ nūndhā huā hai , yah dēkh kitnē hārṣit hō rahē haĩ .
55It is fixed in the drama for you to have such fortune to have such a meeting in the corporeal form. 56Everyone is so happy when they see this.
41Abhī bābā key|kī ēk hī her|har bachchē kē sāth yahī dil hai , har ēk key|kī dil yahī kahtī hai bachchā har ēk bāp key|kī dil mē̃ samāyē huē rahē̃ aur samātē samātē itnī khuśhī kā anubhav kartē haĩ , jō kartē huē bhī dil nahī̃ pūrī hōtī hai .
57Baba has only one desire for each of the children. 58Each one’s heart says: Let each of the children remain merged in the Father’s heart. 59And, while being merged in the heart, there is the experience of such happiness, that even while experiencing, the heart’s desire is not fulfilled.
42Dil sē her|har samay yahī nikaltā hai , aisā bābā , kaliyug mē̃ aisī cī ॰ ja milē , kitnā bhāgya hai .
60At every moment, it emerges from the heart: It is such a great fortune to find such a Baba in the iron age.
43Parantu science vālō̃ kō thanks dētē haĩ jō aisā milan K|kē rāstē banāyē haĩ jō sammukh na hōtē , sammukh kā anubhav karātē haĩ .
61However, thanks are given to scientists, because they have created such methods for celebrating a meeting, so that even though you are not face to face, you have the experience of being face to face.
44Kaī bachchō̃ kā anubhav dēkh aur sun bāp bhī hārṣit hōtā hai .
62The Father is also pleased on seeing and hearing the experiences of many children.
45Bāp bachchē kō dēkhkar khuśh hōtē aur bāp bachchē dōnō̃ jab khuśh hōkē miltē , tō āp anubhavī haĩ aur yah science vālō̃ kō bāpdādā nimitt banānē vālē dēkh dil hī dil mē̃ unhō̃ K|kē bhī gīt gātē haĩ ki vāh !
63The Father is happy to see the children, and the Father and the children meet one another with that happiness… you are experienced in this. 64Seeing that these scientists have become instruments, BapDada sings songs for them in His heart: Wah!
46Yah bāp aur bachchē kā milan sadā hōtā rahē tō kitnā achchhā hai lēkin drama mē̃ itnā hī hai .
65It would be so good if this meeting of the Father and the children were to continue to take place all the time. 66However, only this much is fixed in the drama.
47Phir bhī science nē milan kā rāstā bahut sahaj banā diyā hai .
67Nevertheless, science has made the method of meetings very easy.
48Sāmnē dikhāī bhī dētā hai , sunnē mē̃ bhī ātā hai tō bāpdādā bhī jab bachchō̃ kō dēkhtē haĩ tō kitnē khuśh hō jātē haĩ .
68You can see Baba in front of you and you can also hear Him. 69So, when BapDada too sees the children, He is very happy. 70However, very good facilities have been made in the iron age.
49Lēkin kaliyug mē̃ sādhan tō bahut achchhā banāyā hai phir bhī sāmnē bhāsnā tō dētē haĩ nā .
71At least, you have the feeling of being in front of Him. 72You cannot have the feeling of being there personally.
50Kuchh bhī , rūbarū key|kī bhāsnā tō hō nahī̃ saktī lēkin phir bhī bābā key|kī śhakla , nayan , chain , milan yah bhī ēk saṅgam kā wonder hai .
73Nevertheless, it is a wonder of the confluence age that you can see the meeting and Baba’s face, eyes and expression. 74All the children become happy when they see Baba.
51Tō sabhī bachchē khuśh hō jātē haĩ nā dēkh karkē bāt kartē , miltē khuśh hō jātē haĩ isliē kōśhiśh kartē haĩ madhuban chalō , madhuban chalō .
75They see Him talking and meeting, and so they become happy. 76This is why they try to come here: Let’s go to Madhuban, let’s go to Madhuban!
52Aur bāp bhī her|har bachchē kō dēkh kitnā khuśh hōtā hōgā !
77And how pleased might the Father also be to see each of the children.
53Sārē drama mē̃ yah milan bhī vichitr hai .
78This meeting is unique in the whole drama.
54Tō jab bhī aisā din hōtā hai tab her|har bachchā kōśhiśh kartā hai pahuñch jāyē̃ . 55Lēkin kaliyug hai , kaliyug mē̃ sab sukh nahī̃ pūrṇ hōtē haĩ .
79Whenever it is such a special day, every child tries to come here, but it is the iron age, and in the iron age, not all types of happiness can be attained.
56Hōtā hai lēkin jō manuṣhya chāhtā hai vah sab pūrā nahī̃ hō saktā .
80It happens, but everything that people want cannot be attained.
57Tō bāpdādā kō bhī jab suntē haĩ aisē milan hō saktā hai tō andar kitnī khuśhī hōtī hai .
81When BapDada also hears that such a meeting can take place, there is so much happiness inside.
58Bachchō̃ kō tō hōtī hai bāp kō bhī hōtī hai .
82Children are happy anyway, and the Father too is pleased.
59Har ēk K|kē dil mē̃ bāp kī yād tō sadā rahtī hai ki muśhkil hai ?
83Does the Father’s remembrance stay in the heart of each of you all the time, or is this difficult?
60Jō samajhtē haĩ ki bāp kī yād bhūlnā muśhkil hai vah hāth uṭhānā .
84Those who feel that it is difficult to forget the Father’s remembrance, raise your hands!
61Bhūlnā muśhkil hai ?
85Is it difficult to forget?
62Phir kyā kartē hō āp ?
86What do you then do?
63Dil mē̃ hī samā dētē hō !
87You merge Him in your heart.
64Aur kaī bachchē tō dēkhā hai itnā dil mē̃ yād ātā hai jō cupacāp baiṭhē haĩ akēlē , lēkin aisē hī baiṭhē haĩ jaisē kōī sāmnē bāt kar rahā hai kyōṅki sabhī kō patā hai ki yah milan kā divas bahut amūlya hai .
88It has been seen that some children remember Baba in their hearts so much; they quietly sit alone, but they sit as though someone is sitting in front of them, talking to them. 89Because everyone knows that this day of the meeting is very precious.
65Phir bhī science vālō̃ kō thanks tō dēgē nā . 66Kisī bhī sādhan dvārā bāp sāmnē ā jāē̃ , śhabda sunnē mē̃ ā jāē̃ , khuśhī kitnī hōtī hai .
90There is thanks to the scientists. 91No matter through which facility, there is so much happiness when the Father appears in front of you and you are able to hear the words He speaks.
67Tō jab bāpdādā suntē haĩ ki yah sādhan milā hai , jō sun bhī saktē aur mil bhī saktē haĩ tō bābā K|kē mukh sē kyā nikaltā hai ?
92So, when BapDada hears that you have found these means through which you can hear Him and meet Him, what emerges from Baba’s lips?
68Vāh science vālē bachchē vāh !
93Wah scientist children!
69Jō aisē sādhan banāyē haĩ jis samay bhī dil hō bābā kō dēkhē̃ , sunē̃ tō sun saktē haĩ .
94Wah! for inventing such facilities that, whenever you have the desire, you are able to see the Father, and also hear Him.
70Jaisē hamārē sāmnē hī bābā baiṭhā hai , aisē sādhan bhī banāyē tō haĩ nā .
95It is as though Baba is sitting in front of you. 96Such facilities have been invented, have they not?
71Lēkin pahlī bāt hai hamārē dil mē̃ hī emerge hō saktā hai , milan hō saktā hai , yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
97However, the first thing is that He can emerge in your hearts and a meeting can take place in your hearts. 98This is also fixed in the drama.
72Tō bābā science vālō̃ kō bahut-bahut yād kartē haĩ ki aur bhī kuchh najdīk kā banāō , jismē̃ bachchē bhī khuśh tō bāp bhī khuśh .
99So, Baba remembers the scientists a lot. 100Invent something that can bring you even closer, something that makes the children happy and also makes the Father happy.
73Yah batātē haĩ tō bachchē kitnā yōg lagākē science vālō̃ kē pīchhē paṛ K|kē invention nikāltē haĩ .
101When Baba says this, the children have so much yoga and push the scientists to invent something.
74Tō bāpdādā bhī bachchō̃ kā dil kā yād jō hai vah dēkh baiṭh nahī̃ saktē .
102Seeing the remembrance in the hearts of the children, BapDada too cannot just sit there.
75Kōī na kōī sādhan nikaltā hī rahtā jissē garīb bhī dēkh sakē , sāhūkār bhī dēkh sakē aur sabsē sahaj milan dil kā milan hai .
103One or another means continues to emerge through which poor ones are able to see and wealthy ones are also able to see but, still, the easiest way of meeting is through the meeting of the hearts.
76Āj subah sē uṭhē tō jab tak bābā milē tab tak āpkē darpaṇ mē̃ kyā-kyā āyā thā ?
104From the time that you woke up this morning until you met Baba, what emerged in the mirror of your heart?
77Ghaṛī-ghaṛī abhī jāyē̃ bābā āyēgā , bābā murlī chalāyēgā . 78Yahī yād hōgā nā .
105You repeatedly had the thought: Baba is now to come, Baba will now speak the murli, so let me go.
79Tō science vālō̃ kō bhī mubārak hai jō kaisē bhī invention nikālī aur yahā̃ tak bhī pahuñch gayē , jō āp bāp K|kē sāmnē aur bāp āpkē sāmnē hō jātā .
106This was what you remembered, was it not? 107Congratulations to the scientists for making such inventions, no matter how. 108You even reached here to be in front of the Father and the Father comes in front of you.
80Phir bhī itnā tō hō gayā nā .
109Even so, at least this much has been achieved.
81Hai tō chhōṭā sā milan , lēkin phir bhī hai tō milan nā .
110It is a short meeting, but it is still a meeting.
82Tō bāp bhī yād kartē bachchē bhī yād kartē lēkin yād kā respond miltā hai tō usmē̃ kitnī khuśhī hōtī hai .
111The Father remembers and the children also remember, but there is so much happiness experienced when you receive the response of your remembrance.
83Yād tō sabhī kartē haĩ , kōī bhī hōgā nā , anjān bhī hōgā chhōṭā bachchā tō bhī kahēgā āj phōṭō dō tō dēkhē̃ bābā kaisē murlī chalātā hai .
112Everyone has remembrance. 113No matter who it is, even an ignorant person or a little child would say: Show me the picture, let me see how Baba speaks the murli!.
84Yah hai dil kā lagāv .
114This is attachment of the heart.
85Bas bābā śhabda kahtē , suntē , dēkhtē bābā bābā bābā , bābā bachchē mē̃ , bachchē bābā mē̃ samā jātē haĩ .
115As soon as you say the word “Baba”, when you see and hear “Baba, Baba, Baba”, Baba becomes merged in the children and the children become merged in Baba.
86Aur bachchē bhī kōśhiśh karkē dēkhō kahā̃-kahā̃ sē kaisē-kaisē pahuñch jātē haĩ .
116Just see how the children also reach here from everywhere.
87Yah bāp aur bachchō̃ kā milan yā ātmā paramātmā kā milan kitnā amūlya hai .
117This meeting of the Father and the children, of souls and the Supreme Soul, is so precious!
88Is amūlya milan K|kē samay kō saṅgamyug kahā jātā hai .
118The time of this precious meeting is called the confluence age.
89Is yug key|kī mahimā karō tō kitnā nayan gīlē hō jātē haĩ .
119When you praise this confluence age, your eyes become so moist.
90Tō bābā imtahān lē̃gē , abhī achānak imtahān lē̃gē ki sārē din mē̃ kitnā time yād rahtā hai ?
120So, Baba will test you. 121He would suddenly give you an examination: Throughout the whole day, for how long do you remember Baba?
91Kyōṅki bahut pyārā hai , yah tō sabhī kahtē haĩ .
122Everyone says that Baba is very lovely. 123“Let me do this, let me do this.”
92Yah kar dē̃ , yah kar dē̃ , vah tō ṭhīk hai , dil mē̃ pyār tō sabhī kā hai lēkin kitnā samay nikālkē yād mē̃ baiṭhtē haĩ , kaisē baiṭhtē haĩ vah tō har ēk key|kī history khud jānē̃ yā bāp jānē .
124That is fine, and everyone has love in their heart, but how much time do you make to sit in remembrance and how you sit in remembrance - each one of you knows your own history, the Father knows. 125So, are all of you children all right? 126Those whose health is fine, raise your hands!
93Tō sabhī bachchē ṭhīk haĩ ? 94Jinkī tabiyat vagairā sab ṭhīk hai vah hāth uṭhānā .
127When you see everyone’s hands raised, it feels so good. 128When the hall is full, the scene looks so good.
95Sabhī kā hāth bhī dēkhō tō kitnā achchhā lagtā hai .
129First, the best remembrance is the remembrance of the heart.
96Jab hall|hāl full hō jātā hai tō kitnī scene achchhī lagtī hai . 97Pahlē sabsē achchhī yād tō dil kī hai .
130Let there be just remembrance of “Baba, Baba” in your heart, while you are walking and moving around and doing anything.
98Dil mē̃ bābā bābā hī yād hō , chaltē phirtē kuchh bhī kartē isliē bāp key|kī bhī dil nahī̃ rahtī , bachchō̃ key|kī bhī dil nahī̃ rahtī tō drama mē̃ milan kā sādhan bhī achchhā rakhā hai .
131The Father cannot stay without meeting the children and you cannot stay without meeting the Father, and so the means for the meeting is very good in the drama. 132At this time, science has created a very good method for the meeting.
99Science nē is samay milan kā rāstā bahut achchhā banāyā hai .
133Just put on a little cassette and listen to the voice whenever you want.
100Chhōṭī see|sī|C cassette rakh dō jab chāhē tab āvāj sunō .
134Baba says: Science has also performed wonders for hearing and seeing.
101Tō bābā kahtē haĩ science nē bhī kamāl kī hai .
135However, the Father always says: All of these are temporary facilities.
102Sunnē kā bhī dēkhnē kā bhī .
136But, what is with you at all times is the heart.
103Lēkin bāp sadā kahtā hai yah tō alpkāl K|kē sādhan hai lēkin sadā āpkē sāth hō , vah dil .
137Keep Baba in your heart and let Him remain emerged. 138This practice is essential. 139Achcha. 140What zone has come today?
104Dil mē̃ bābā kō yād karō aur emerge rahē yah practice jarūrī hai . 105Achchhā .
141It is the turn of the Eastern Zone to serve: 18,000 have come from Assam, Bengal, Bihar, Orissa, Nepal and Tamil Nadu.
106Abhī āj kaun sā taraph āyā hai .
142In total, there are 23,000 who have come.
107Sēvā kā turn eastern ॰ zone kā hai .
143It is good that those from science are finishing their sweet complaint.
108Āsām , baṅgāl , bihār , uṛīsā , nēpāl aur tāmilnāḍu ॰ zone K|kē 18 hajār āyē haĩ , total 23 hajār āyē haĩ : achchhā hai science vālē bhī apnā ulhanā utār rahē haĩ jō dē saktē haĩ , dētē haĩ .
144They are offering whatever they can. 145However, the easiest method of remembrance is for there to be remembrance in your heart without any of the facilities. 146Let it not be removed from your heart even if you want to remove it. 147There are so many facilities that it is a wonder of science.
109Lēkin sabsē sahaj yād karnē kā tarīkā jō hai vah yād binā sādhan K|kē dil mē̃ ā jāē , nikālnā chāhē tō bhī nahī̃ nikalē , sādhan itnē haĩ jō kamāl science kā hai aur aisē time par science kā sādhan huā hai jō bachchē kahā̃ bhī hō̃ , vilāyat mē̃ hō̃ yā yahā̃ hō̃ , sab sādhanō̃ sē milan manā saktē haĩ .
148The facilities of science are available at such a time that, wherever the children may be, whether abroad or here, all are able to celebrate a meeting through the facilities. 149So, at the confluence age, it is not just the Father’s company that you have, but you also have the support of all the facilities. 150There are so many facilities of science to celebrate a meeting.
110Tō saṅgam par sirph bāp kā sāth nahī̃ miltā lēkin sādhan jō haĩ unkā bhī bahut sāth miltā hai . 111Milan kē liē kitnē science K|kē sādhan haĩ .
151At this confluence age, the facilities for the meeting of the Father with the children are no less. 152This is why you would say about science that science has been the instrument for our meeting.
112Yah saṅgam par bāp aur bachchō̃ K|kē milan K|kē sādhan bhī cum|kam nahī̃ haĩ isīliē science kō bhī kahē̃gē ki hamārē milan kē nimitt science banī hai .
153Even though money may be needed, a meeting can take place even while sitting far away, no matter what you do to accumulate the money, no matter what you do.
113Bhalē paisā chāhiē parantu dūr baiṭhē bhī milan tō hō saktā hai chāhē kuchh bhī kām karkē paisā ikaṭhṭhē karē̃ , kyā bhī karē̃ .
154700 double-foreign brothers and sisters have come from 60 countries. 155It is still good that all of you have arrived here from here and there.
114Double vidēśhī 60 dēśhō̃ sē 700 bhāī bahinē̃ āyē haĩ : phir bhī yahā̃ K|kē vahā̃ K|kē milākē achchhā hai jō pahuñch gayē haĩ .
156BapDada is happy that the children somehow save their money. 157Firstly, their wonder is very great. 158Baba hears about how they save their money.
115Bāpdādā kō tō khuśhī hōtī hai ki bachchē kaisē bhī paisā ik ù ā kartē , ēk tō unhō̃ key|kī kamāl bahut achchhī hōtī hai , bābā suntē haĩ kaisē paisā ikaṭhṭhā kartē haĩ .
159Secondly, they have so much love in their hearts and, together with that love, see how they manage to find a way. 160It is a wonder because, first of all, they need to have a ticket.
116Dūsrā dil mē̃ lagan kitnī hai aur lagan kē sāth sādhan bhī kaisē ikaṭhṭhē kartē haĩ , kamāl tō unkī hai kyōṅki pahlē tō ticket chāhiē .
161However, the Father saw that the children’s hearts are connected to the Father’s and the Father’s heart is connected with the hearts of the children.
117Lēkin bāp nē dēkhā tō bachchō̃ key|kī dil bāp sē , bāp key|kī dil bachchō̃ sē .
162You continue to remember those days and thing “when will the meetings begin.”
118Din yād kartē rahtē haĩ , kab milan hōgā , kab hōgā . 119Bachchō̃ kā bāp sē aur bāp kā bhī bachchō̃ sē bahut dil kā pyār hai .
163The Father has a lot of love in His heart for the children and the children also have a lot of love for the Father in their hearts.
120Bas un dinō̃ key|kī tārīkh yād kartē rahtē , kab śhurū hōgā .
164They simply continue to remember the date when the meetings will begin.
121Tō sab ṭhīk haĩ ?
165So, are all of you all right?
122Sabkī tabiyat ṭhīk hai .
166Is everyone’s health OK?
123Bāp kō bhī bachchō̃ kō dēkh bahut khuśhī hōtī hai , jitnē bachchē jyādā utnī bāp kō khuśhī hai .
167The Father too is pleased to see the children. 168The more children there are, the greater happiness the Father has.
124Sabhī kō bahut-bahut dil sē yādpyār tō hai hī kyōṅki dil mē̃ samāyā huā kaun hai ?
169Everyone has lots and lots of love and remembrance from the heart, because, who is merged in your heart?
125Khās jis samay yahā̃ murlī chaltī hai , us samay bhī dēkhō apnē gharō̃ mē̃ bhī murlī K|kē time jab season śhurū hōtī hai tō kaisē bhī karkē attention dēkē time nikāltē haĩ .
170Especially when Baba is speaking the murli here, at that time of Baba speaking the murli during the season, even in your homes, somehow you pay attention to making time.
126Bāpdādā bhī dēkhkar hārṣit hōtē haĩ bachchō̃ key|kī dil murlī sē kitnī hai .
171BapDada is pleased to see how children have so much love for the murli.
127Khajānā hai nā .
172It is a treasure, is it not?
128Tō kaisē bhī circumstance hōtē bhī murlī sunnē pahuñch jātē haĩ .
173No matter what the circumstances are, you come to hear the murli.
129Yahā̃ bhī jō dil sē pahuñchē haĩ un sabkā sammukh milan tō hō gayā lēkin sammukh milan tō huā , abhī isī milan kō baṛhātē jānā .
174Those who have reached here with their hearts have had a personal meeting, face to face. 175The personal meeting has taken place. 176Now, continue to extend this meeting.
130Jahā̃ tak hō sakē vahā̃ tak baṛhānā .
177As much as possible, extend this meeting.
131Yah purūṣhārth kartē āgē baṛhtē chalō .
178Make this effort and continue to move forward as much as possible.
132Hall|hāl tō yah bhī bhar gayā hai .
179Even this hall has become full.
133Bāp bachchō̃ kō dēkh karkē khuśh hōtē haĩ .
180The Father is happy to see the children.
134Jō bhī āyē haĩ un ēk-ēk bachchē kō bāp dil sē yādpyār kā return yādpyār dē rahē haĩ .
181Whoever has come, the Father is giving each of you children love and remembrance from the heart as a return of love and remembrance.
135Dādī jānkī sē : mēhnat achchhī kī hai .
182Speaking to Dadi Janki: You have made good effort.
136Prakr̥iti sē bhī achchhī mēhnat kī hai .
183You worked well with matter too.
137Sabhī āpkō dēkhkar kitnē khuśh hōtē haĩ .
184Everyone is so happy when they see you.
138Yah tō achchhā hai jō chalkar phirkar bhī tabiyat ṭhīk hai . 139Parantu phir bhī āyu K|kē hisāb sē ṭhīk hai .
185It is good that, even while moving around (traveling), your health is fine; it is good considering to your age.
140 ( bēharīn K|kē Abraham|ibrāham bhāī kī yād bāpdādā kō dī|the ) achchhā hai ēk dō K|kē sahyōgī bannā bahut achchhā hai .
186(BapDada was given remembrance from Brother Ebrahim of Bahrain). 187It is good. 188It is very good to be co-operative with one another.
141Matlab ṭōṭalī jō abhī sēvā chal rahī hai , abhī ṭhīk attention hai .
189It means, now completely, there is good attention paid to the service that is taking place.
142Vidēśh kā asar dēśh mē̃ ātā , dēśh kā asar vidēśh mē̃ haĩ .
190The foreign countries influence this land and this land influences the foreign countries.
143Ēk dō K|kē madadgār bhī haĩ .
191You are helpers for one another.
144Mōhinī bahan : tabiyat thōṛī ḍhīlī hai . 145Rest kar rahī hai .
192Speaking to Mohiniben: (Her health is not so good, she is resting.)
146 ( āpkī gōd mē̃ hū̃ ) tō vahā̃ tō rest hī hai nā .
193(I am in Your lap.) 194There, it is just rest, isn’t it?
147Yah sadā ṭhīk hōtē ṭhīk hai .
195This one is always fine and she is fine.
148Achchhā hai .
196It is good.
149Īśhū dādī sē : ( tabiyat ṭhīk nahī̃ hai ) ghabrānā nahī̃ , ghabrānē sē aur hī hō jātā hai .
197Speaking to Ishu Dadi: (Her health is not so good.) 198Do not be afraid. 199When you are afraid, it increases.
150Jiskē liē sōchtē haĩ vah jyādā hō jātā hai , isliē yahī sōchō jaisē davāī hō gaī hai .
200Whatever you think about, it increases, and so just think that you have the medicine.
151Bābā kō yād kiyā , bīmārī key|kī gōlī ēk bārī lē lī bas .
201You remember Baba and once you take a tablet for your illness, that is all.
152Bhalē jō davāī hai nā , uskō jis samay lō|low us samay samjhō yah davāī hamārē kām mē̃ I|āī|eye .
202Whatever the medicine, while taking it, just think that this medicine is going to be useful for you.
153Bhalē dhīrē-dhīrē āyēgī lēkin āpkō phark mahsūs hōgā , bas .
203Though it will work gradually, you will feel the difference.
154Aur sabhī kō patā hai ki inkī tabiyat kharāb hai tō sabhī kā dhyān āpmē̃ jāyēgā .
204And when everyone knows that your health is not so good, their attention will automatically be drawn to you.
155Tīnō bhāīyō̃ sē : sabhī khuśh haĩ .
205Speaking to the three Senior Brothers: All of you are happy.
156Sab khā pī|P tō rahē haĩ nā .
206All of you eat and drink.
157Yah tō khātē rahnā chāhiē .
207You have to continue to eat.
158Khāō piō , jarūrat nahī̃ hai ṭōlī nahī̃ khāō , samjhō mērī tabiyat kharāb hai .
208Eat, drink; it is not necessary that you must not eat toli and think that your health is not so good.
159Bhōg tō sabhī kō automatic miltā hai .
209Everyone automatically receives bhog.
160Bhōg tō sabkē pās|pass bīmārī mē̃ bhī pahuñch jātā hai .
210Bhog is sent to everyone, even when they are not well.
161Lēkin aisā bēphikr nahī̃ bannā .
211However, don’t become too care free.
162Achchhā hai sambhāl karō lēkin jyādā nahī̃ , bīch kā jaisē hōnā chāhiē vaisē .
212It is good that you should take care but don’t overdo it, do it in moderation way. 213Here, there are many.
163Kyōṅki yahā̃ tō ḍhēr haĩ nā .
214When one sees it, the other one will want to do the same.
164Ēk dō kō dēkhkarkē bhī ēk dō kā tīr lagtā hai .
215(The number will now increase even more.)
165 ( abhī aur saṅkhyā baṛhēgī ) sādhan apanāyēṅgē , āyēṅgē tō yahī baṛhōtarī hō jātī hai .
216You will use facilities. 217They will only come here and so expansion will take place.
166Kahā̃ āyēṅgē ?
218Where would they go?
167Yahā̃ hī tō āyēṅgē .
219It is only here that they will come.
168 ( rahnē kā sādhan tō baṛhānā paṛēgā ) abhī chal rahā hai nā .
220(We will have to increase accommodation facilities.) 221It is fine for the moment, is it not?
169 ( bahut bachchē bāhar baiṭhē haĩ ) usmē̃ kōī nuksān tō nahī̃ hai nā .
222(Many children are sitting outside.) 223There is no harm in that, is there?
170 ( ramēśh bhāī nē kahā bābā āpkō aur bhī ānē K|kē turn baṛhānē hōṅgē ) vah tō dēkh lē̃gē .
224(Rameshbhai said: Baba, You will have to increase the number of times that You come.) 225We will see about that.
171Pahlē yahā̃ K|kē sādhan tō ṭhīk hō jāyē̃ .
226First, let there be proper facilities here.
172Bachchē baṛhē̃gē tō sādhan bhī jarūr baṛhē̃gē nā .
227If the number of children increases, the facilities will also definitely increase.
173Bhāṣhaṇ sunē̃ vah avasthā tō chāhiē .
228They have to have the stage to be able to listen to the lectures.
174Agar ṭhīk prabandh nahī̃ hōgā tō murlī kyā sunē̃gē !
229If proper facilities are not available, how would they hear the murli?
175 ( barsāt sē safety kē liē hall|hāl kē ūpar dūsrī chhat ḍālī gaī hai ) achchhā hai , sādhan tō chāhiē nahī̃ tō murlī K|kē samay barsāt K|kē pānī kō hī gintē rahē̃gē isīliē sabmē̃ limit chāhiē .
230(For safety during the rainy season, another roof has been installed over this hall.) 231That is good; facilities are needed. 232Otherwise, during the murli, you will just be counting the raindrops. 233So, there has to be a limit to everything.
176Sādhan chāhiē lēkin sādhan K|kē vaśhībhūt hōkē nahī̃ .
234Facilities are needed, but do not let yourself be subservient to them.
177Yahā̃ sādhan K|kē binā tō chal hī nahī̃ saktē , kyōṅki barsāt aisī hōtī hai .
235Here, you cannot move along without the facilities because the rainfall is such.
178Agar gyān key|kī rīti sē dēkhē̃ tō too much mē̃ nahī̃ jānā hai .
236If you were to look at it in terms of knowledge; you must not go too much into that.
179Sādhan U|you ॰ ja jarūr karnā chāhiē lēkin had .
237Definitely use the facilities, but in a limited way.
180Vidēśh key|kī baṛī bahinō̃ sē : āp lōg apnē śharīr K|kē hisāb sē tō sambhāl kartē hī hō .
238Speaking to the Senior Sisters from abroad: All of you look after yourselves in terms of your bodies.
181Aisē bhī nahī̃ ki śharīr kā kyā karē̃ , bhōgnā tō bhōgnī hī paṛēgī nā .
239It is not that you think: “What should I do with this body? 240I have to go through the suffering.”
182Nahī̃ . 183Apnī sambhāl pahlē sē karō , jab pahlē sē patā hai bīmārī ānē key|kī niśhānī yah hai , uskī davāī yah hai , vah bhī jāntē hō . 184Tō pahlē sab prabandh karō .
241No, look after yourself beforehand. 242When you already know what the signs of an illness are and what the medicine for it is, then take precautions for all of it in advance.
185Abhī doctor tō chhōṭē-mōṭē sab hō gayē haĩ , tō śharīr key|kī bhī sambhāl karō .
243Now, all have become doctors to some extent. 244Look after your body too.
186 ( bābā sē naī website kā udghāṭan karāyā ) bākī sab ṭhīk chal rahā hai .
245(BapDada inaugurated a new international website.) 246Everything else is moving along fine.
187Achchhā hai .
247It is good.
188 ( Newyork key|kī mōhinī bahan nē sabhī key|kī yād dī|the ) yād tō jarūr dō .
248(Mohiniben from New York gave remembrance of everyone who had not come.)
189Vah bhī khuśh hōṅgē nā . 190Achchhā hai .
249Definitely give them remembrance, they too will become happy.
191 ( dādī jānkī kē liē ) inkī bhī sambhāl achchhī karnā .
250It is good. 251(Baba, You have to come more often.)
192 ( bābā āpkō aglī season mē̃ phir ānā hai ) ( nīlū bahan nē kahā bābā rath kō pahlē ṭhīk rakhnā phir ānē kā programme dēnā ) jō drama mē̃ hōgā vah hōgā , isīliē āp sabhī apnā vichār bhalē dē dō lēkin yah nahī̃ kahō yah hōnā chāhiē .
252Neeluben: Baba, first make sure the chariot is fine and then give the programme for You to come. 253Whatever is in the drama will happen. 254Therefore, all of you can give your thoughts, but do not say that this should happen. 255Otherwise, everyone is happy about the meeting when Baba comes.
193Nahī̃ tō ismē̃ bhī phir jismē̃ bābā āvē vah khuśh hōtē haĩ , agar kisī turn mē̃ nahī̃ ātā hai tō unkē saṅkalp chaltē haĩ , isliē yah nahī̃ chāhtī hai ki aisā hō .
256However, if Baba doesn’t come for any turn, they then have thoughts, and this is why this one (Dadi Gulzar) doesn’t want it to be like that. 257It is not just one thing; many things are connected to it.
194Sirph ēk bāt nahī̃ hai , kaī bātē̃ haĩ .
258Baba will consider everything and make a plan accordingly by Himself.
195Bābā dēkhkar usī anusār āpēhī karēgā kyōṅki ēk key|kī dil rakhō tō vah samajhtē haĩ maĩ bhī tō hū̃ nā .
259(Those over 40 years serving abroad are sitting here and would like to meet Baba) If the heart’s desire of one is fulfilled, then the other will also think I can also have the same.
196Phir tō sabhī khās haĩ .
260All are special anyway.
197Har ēk K|kē turn mē̃ 23 - 24 hajār hōtē haĩ .
261In each turn, there are 23 to 24 thousand people who come.
198 ( T . V|we . dvārā lākhō̃ lōg dēkhtē haĩ , ॰ zone -wise jō yahā̃ ātē haĩ , yah programme bahut achchhā hai ) bhalē vah āyē̃ , uskī tō chhuṭṭī hai hī .
262(Hundreds of thousands watch this on TV. 263The programme that is made for everyone to come, zone wise, is very good.) 264Let them come. 265They have permission for that.
199 ( bābā meeting kē liē kōī prērṇā āp dē̃ , jō rahī huī sēvā kar sakē̃ ) āp lōg bhī nikālō .
266(Baba, give some inspirations for the meetings so that we can do the service that still needs to be done.) 267You also think of it.
200 ( is varṣh key|kī theme kyā rakhē̃ ) āp āpas mē̃ meeting karō , usmē̃ pahlē nikālō phir bābā pās|pass karē̃gē .
268(What should be the theme for this year?) 269Have a meeting amongst yourselves. 270Find some themes and Baba will then verify it. 271* O M S H A N T I*