रविवार 16 अक्टूबर 2016 की अव्यक्त मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

> 16-10-16 ōm śhānti “ avyaktabāpadādā ” madhuban

' ' ōm śhānti śhabda K|kē arth|earth svarūp mē̃ ṭikkar man key|kī dance baṛhāō , man K|kē maun key|kī ādat ḍālō tō mukh K|kē āvāj sē dūr hōtē jāyēṅgē aur śhānti key|kī kiraṇō̃ sē sēvā svataḥ baṛhtī jāyēgī ' '

Ōm śhānti . Yah mahāvākya kitnē sabhī K|kē pyārē haĩ . Bhalē kuchh bhī hō lēkin ōm śhānti śhabda rōnē kā vāyumaṇḍal hō , tō bhī ōm śhānti śhabda hamārē kō śhānti key|kī yād dilātā hai . Ōm śhānti kahnē sē hī kaisā bhī dr̥iśhya sāmnē āvē lēkin ōm śhānti kā arth|earth apnā hī rūp dikhātā hai . Ōm śhānti kahnā svataḥ hī andar śhānti key|kī lahar phailātā hai . Sabkē dil mē̃ ōm śhānti apnā hī arth|earth phailātā hai . Jaisē bābā śhabda apnā arth|earth phailātā hai , aisē ōm śhānti K|kē śhabda sē apnā hī arth|earth dil mē̃ phailtā hai . Dil mē̃ phailātā tō hai lēkin phailātē huē us arth|earth svarūp mē̃ sthit hō jātē , sirph kahtē nahī̃ haĩ lēkin chārō̃ ōr dēkhō tō ōm śhānti K|kē arth|earth svarūp mē̃ majority ṭikē huē haĩ . Majority K|kē rūp chamak rahē haĩ . Ēk dō kō dēkh , ēk dō K|kē saṅg kā raṅg chēhrē mē̃ chamaktā rahtā hai isliē bāpdādā bhī ōm śhānti hī yād dilātā hai . Har ēk K|kē mukh mē̃ andar ōm śhānti kā arth|earth dikhāī dē rahā hai . Har ēk K|kē dil andar ōm śhānti kā arth|earth svarūp dikhāī dē rahā hai . Āp sabkē dil andar arth|earth ā gayā  ! Har ēk ōm śhānti K|kē arth|earth svarūp mē̃ dikhāī dē rahā hai , kōī bōl rahā hai , dēkh rahā hai ōm śhānti .

Abhī bhī sabhī is ghaṛī ōm śhānti K|kē arth|earth svarūp mē̃ bahut arth|earth mē̃ magan haĩ . Tō bāp bhī kahtē haĩ isī ōm śhānti arth|earth mē̃ ṭiknē sē , sabkī śhaklē̃ majority ōm śhānti K|kē arth|earth mē̃ magan haĩ . Āgē pīchhē hāth kyā uṭhāyē̃ lēkin majority sab is arth|earth svarūp mē̃ samāyē huē haĩ . Sabkē mukh sē ōm śhānti hī nikal rahā hai . Sabhī K|kē dil mē̃ ōm śhānti śhabda samāyā huā hai . Sabhī K|kē man mē̃ yah arth|earth emerge hai . Sabhī us ōm śhānti K|kē arth|earth mē̃ man key|kī dance kar rahē haĩ . Bhalē pāṅw key|kī dance nahī̃ kar rahē haĩ lēkin man key|kī dance majority kar rahē haĩ aur yah man key|kī dance kitnī pyārī hai . Kisī kō parēśhān nahī̃ kartī . Har ēk apnē man key|kī śhānti hōnē K|kē kāraṇ bahut bāhar sē bhī śhānt , man sē bhī śhānt . Aisē double ōm śhānti , bāhar mukh sē bhī ōm śhānti aur man sē bhī ōm śhānti . Yah bhī ēk dance hai . Yah man key|kī dance hai . Śhānti mē̃ baiṭhē kitnī mīṭhī dance kar rahē haĩ . Lēkin man key|kī dance hōnē K|kē kāraṇ bāhar kā āvāj nahī̃ hai . Har ēk apnē man key|kī dance mē̃ busy hai isliē man kā āvāj hai lēkin mukh kā āvāj nahī̃ hai . Itnē lōg hōtē bhī najdīk tak kōī āvē tab sun saktā hai kyōṅki man key|kī dance man hī jānē . Aur is man key|kī dance mē̃ itnē busy haĩ jō is man key|kī dance mē̃ bāhar kitnē bhī baiṭhē haĩ lēkin man śhānt hai . Man key|kī mastī mē̃ sab magan haĩ isliē yah man key|kī dance mē̃ bāhar kā āvāj nahī̃ kartē lēkin yah man key|kī dance man mē̃ itnē raṅg dikhātī jō bahut pyārē haĩ . Yah man kā dance jab bhī hōtā hai tō bāhar key|kī āvāj kuchh nahī̃ . Har ēk itnē baiṭhē haĩ lēkin āvāj nahī̃ hai kyōṅki man key|kī dance mē̃ sab busy haĩ . Yah dance achchhī lagtī hai nā . Bāhar key|kī dance tō bahut hī dēkhī hai lēkin yah man key|kī dance bahut ramaṇīk hai . Is dance kō jyādā baṛhāō . Man key|kī dance jāntē hō nā  ! Jāntē hō  ? Jō jāntē haĩ vah hāth uṭhāō . Achchhā , sabhī jāntē haĩ . Bahut achchhā hāth bhī uṭhā rahē haĩ . Tō abhī is dance mē̃ number āgē jāō . Yah man key|kī dance achchhī lagtī hai vā mukh key|kī dance achchhī lagtī hai  ? Abhī ādat ḍālō man K|kē dance key|kī . Ismē̃ hī busy rahnē sē , man key|kī dance karnē K|kē time yahā̃ hall|hāl mē̃ kitnī śhānti hō jātī hai . Lēkin yah dance abhī jyādā āvaśhyak hai kyōṅki dinpratidin bāhar kā haṅgāmā tō baṛhtā hai , baṛhnā hī hai . Aisē time par bāhar key|kī dance yā bāhar key|kī āvāj mē̃ ānā vah bhī achchhā hai lēkin man K|kē dance key|kī practice bahut chāhiē . Iskī andar hī andar practice hōnī chāhiē . Sārē din mē̃ iskā time pahlē nikālō . Har ēk pūrē din mē̃ dōnō̃ hī dance kā time nikālō aur practice karō . Jitnā yah dance kartē rahē̃gē tō is dance sē , man key|kī dance kā prabhāv , mukh key|kī dance mē̃ bhī paṛtā rahtā hai . Tō abhī man kā dance baṛhāō . Phir bahut rūchi baṛhtī jāyēgī . Abhī bāp nē dēkhā tō kaīyō̃ kā man key|kī dance mē̃ interest baṛhtā jātā hai aur chārō̃ ōr sachchī śhānti key|kī anubhūti hō rahī hai . Kaīyō̃ kā anubhav ismē̃ bahut achchhā baṛhtā jā rahā hai . Yah abhyās baṛhnā bahut phāydē vālā hai . Jō bāhar maun kā programme banātē hō tō usmē̃ bhī man key|kī śhānti baṛhtī hai aur man key|kī śhānti baṛhnē sē automatically mukh kā bōl bhī kam hōnē lagā hai . Tō har ēk kō abhī is samay kyā attention dēnā hai  ! Man K|kē maun par . Man kā maun , man kā maun āp jāntē hō  ! Ki itnā nahī̃ jāntē hō  ? Śhauk rakhō is par , man kā maun baṛhtā jāē . Man kā maun baṛhnē sē tan kā maun svataḥ hī baṛhtā jātā hai . Ismē̃ āp sabhī apnē andar man kā maun baṛhānē kā purūṣhārth pyār sē baṛhātē chalō . Jitnā is taraph kōśhiśh karē̃gē , rūchi baṛhēgī tō svataḥ hī man K|kē maun hōnē sē āvāj sē dūr hōtē jāyēṅgē aur andar śhānti key|kī kiraṇē̃ baṛhtī jāyēṅgī . Tō abhī ēk saptāh viśhēṣh man key|kī śhānti kā yah ēk saptāh manāō . Mukh key|kī śhānti ghaṭāō , man key|kī śhānti baṛhāō . Tō yah trial karō man key|kī śhānti sē sab prakār key|kī śhānti baṛhtī jāyēgī . Abhī ēk mās man key|kī śhakti kō baṛhānā hai . Man key|kī śhānti baṛhnē sē automatically mukh key|kī śhakti baṛhtī rahēgī . Yah practice sabhī kō achchhī lagtī hai  ! Hāth uṭhāō . Achchhā , hāth tō sabhī nē uṭhāyā hai majority .

Abhī yah man key|kī śhakti kyā hai  ! Aur uskō kaisē baṛhānā hai , yah bhī andar hī andar abhyās kartē rahō , aur yah man key|kī śhānti kā lesson baṛhātē rahō . Jitnī man key|kī śhānti baṛhēgī utnī hī man key|kī śhānti kā prabhāv mukh key|kī śhānti par bhī paṛēgā aur jitnī man key|kī śhānti baṛhēgī utnī mukh key|kī śhakti bāhar key|kī vah kam hōgī . Ājkal bīch mē̃ bahut achchhī yah race chalī thī , man key|kī śhānti sabkī baṛh gaī thī , chāhē mansā sōchnē key|kī śhakti , chāhē mukh dvārā chāhē sūkṣhma śhakti baṛhnē K|kē abhyās dvārā jitnā baṛhāyēṅgē utnā hī śhakti baṛh karkē mukh key|kī śhakti kam hōgī tō kāphī bōl mē̃ jō nīchē ūpar hōtā hai , yā bōl kē liē purūṣhārth kartē haĩ vah dēkhā gayā ki kam hōtā hai . Tō vah kartē chalē̃ , yahī bāpdādā kā kahnā hai .

Sēvā kā turn , pañjāb aur rājasthān kā hai , total 22000 āyē haĩ  : vaisē ṭōṭalī abhī jō subject chalī hai , sēvā aur yād , yah dō subject haĩ . Abhī sēvā kō bhī baṛhānā hī hai . Āp kyā samajhtē hō , sēvā kō baṛhāyē̃  ? Hāth uṭhāō . Sēvā bhī jarūrī hai . Agar sēvā nahī̃ karē̃gē tō yahā̃ vahā̃ time aisē hī chalā jāyēgā kyōṅki time tō pās|pass karnā hī hai aur achchhā time pās|pass karnā hai , jō āyā sō kiyā , nahī̃ . Kāydē mujīb jaisē programme milē usī anusār result nikalnī chāhiē .

Ramēśhh bhāīkī tabiyat ḍhīlī hai unhē̃ hospital lēkar jā rahē haĩ , vah bāpdādā sē mil rahē haĩ , ramēśh bhāī nē bāpdādā kō naī pustakē̃ bhēṇṭ key|kī  : ōm śhānti . Sārvis kā tō chal hī rahā hai aur sārvis bhī jarūrī hai . Sārvis K|kē binā āp bhī free hō jāyēṅgē nā tō āpkō bhī aur aur saṅkalp chalē̃gē ki kuchh hōnā chāhiē lēkin pahlē abhī jō sārvis K|kē plan kē bārē mē̃ nikalā hai , tō bāpdādā kā yahī vichār hai ki pahlē jō sēvā rahī huī hai unkō pūrā karō . Aisē śhurū kartē haĩ phir kuchh samay kē bād vah jōśh jō hai sārvis karnē kā vah kam hō jātā hai .

Achchhā hai , Ramēśhh āpkā vichār tō baṛhiyā hai lēkin ismē̃ karnē K|kē samay kuchh viśhēṣh dhyān bhī rakhnā paṛēgā , vah thōṛā āpas mē̃ baiṭhkar iskē bārē mē̃ charchā karō , tō vah kaisē chalāyē̃ aur kaisē uskī vr̥iddhi hō . Jyādā too much mē̃ bhī nahī̃ jānā hai aur na ēkdam cum|kam kar dēnā hai . Bīch mē̃ chāhiē dōnō̃ taraph isliē pahlē ēk chhōṭī meeting karō , usmē̃ idea banāō kyā-kyā karnā hai , kyā nahī̃ karnā hai , vah har ēk apnā vichār dēvē us par pahlē plan banāō kyōṅki sārvis sabhī key|kī baṛhāyē̃ yā nahī̃ , yah patā paṛ jāyēgā .

Double vidēśhī 75 dēśhō̃ sē 900 āyē haĩ  : ( bāpdādā kō sārvis kā plan bhējā hai , bāpdādā us par apnē mahāvākya uchchāraṇ kar rahē haĩ ) inkā sārvis kā plan baṛhiyā hai . Jitnā sārvis mē̃ āgē baṛhtē haĩ utnā hī phir aur subject mē̃ bhī pīchhē nahī̃ rahē̃ . Uskā phir milkar plan banāyēṅgē tabhī final karē̃gē . Pahlē jinhōnnē sārvis kā plan banāyā hai uskō pahlē sunō aur usē final kar sakō tō karō , nahī̃ tō addition karnī hō tō addition key|kī bhī rūprēkhā batāō phir uskā sōchkar sārvis kā bhī banāō aur yōg kā bhī banāō . Yah dōnō̃ topic jarūrī hai uskō banākar phir yah plan jō hai uskō final karō tō ismē̃ kyā karnā hai , kyā nahī̃ karnā hai . Jō samajhtē hō ki yah sēvā jarūrī hai vah plan banākē pahlē pās|pass karāō phir out karnā . ( dādiyā̃ bāpdādā sē mil rahī haĩ )

Bābā āpkā tō pahlē sārvis bhī āpkī , kyōṅki bābā kō śhauk hai sēvā kā . Sēvā key|kī taraph hī attention jātā hai isliē sēvā bhī karnī hai aur sāth mē̃ yah jō sēvā hai , uskō baṛhānā bhī hai . Ēk taraph bābā kahtē haĩ baṛhāō , dūsrē taraph kahtē haĩ itnī sēvā nahī̃ karō jō sambhāl nahī̃ sakō . Yah bhī pahlē system ṭhīk karō . System ṭhīk hō jāyēgī tō phir automatically sab department mē̃ vah ṭhīk hōgī . Lēkin dhyān jāē tō ēk-ēk department kō jaisē āp nikālē̃gē vaisē hī karnā hai yā kuchh add karnā hai yā kaṭ karnā hai . Vah bhī pahlē final karnā hai .

Vidēśh key|kī baṛī bahinō̃ sē  : sabhī āyē haĩ . Tō āpas mē̃ baiṭhē haĩ  ! Āpnē apnā plan banā diyā hai  ? ( abhī banāyēṅgē ) tō pahlē banāō phir bāpdādā dēkhē̃gē ki kyā-kyā hō saktā hai aur phir is sēvā kō , jaisē itnā time āpnē diyā nā , tō itnā time sabhī kō nikālnā hī paṛēgā kyōṅki vah repeat tō karē̃gē nā . Usmē̃ bhī bahut karkē aim|M|am rakhō sārvis jō mukhya hai vah batā dō phir double bārī nahī̃ baiṭhē̃ . Jō sārvisaēbul haĩ jō sārvis kē liē sōchtē haĩ , āyē bhī sārvis K|kē plan kē liē haĩ . Tō jitnā sārvis kē ūpar attention dēnā hai utnā sārvis kā phāydā uṭhā sakē̃ . Āpas mē̃ baiṭhkar kōī navīntā nikālō . Yah sab jō chaltā hai uskō thōṛā ṭhīk karō aur kōī navīntā nikālō .

Jarmanī mē̃ retreat centre milā hai , sudēś bahan bābā kō uskā nakśhā dikhā rahī haĩ  : bhalē sabhī dēkhō , phir final karō .

( Newyork key|kī mōhinī bahan nē sabhī key|kī yād bāpdādā kō dī|the , mōhinī bahan key|kī platinum jubilee hai , bāpdādā unhē̃ hār pahnā rahē haĩ . )

Bangalore key|kī saralā dādī bāpdādā kō guldastā dē rahī haĩ  : tabiyat ṭhīk hai . Achchhā hai .