मंगलवार 15 नवंबर 2016 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 15-11-16 ōm śhānti avyaktabāpadādā madhuban 1 ( āj bāpdādā śhāntivan mē̃ padhārē lēkin bachchō̃ kō bhaviṣhya rājdhānī dillī key|kī sair 2Karāī , isliē dillī K|kē sthānō̃ kō bār-bār yād kiyā ) 3Ōm śhānti .
0> > 15-11-16 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
4Dēkhō , kitnē samay kē bād itnē andāj mē̃ bhāī bahanē̃ yahā̃ tak milnē ā rahē haĩ .
1(Today, BapDada came in Shantivanbut took the children on a tour of their future capital, Delhi.
5Bāp sē milnē kē liē kahā̃ kōī bhī bātē̃ hō̃ tō bhī yahā̃ hī ānā paṛē .
2He therefore remembered the different places in Delhi again and again.) 3Om Shanti.
6Aur kitnē sab sādhan apnē sāth lēkar kitnē pyār sē milnē ātē haĩ .
4Look, it is after such a long time that this many brothers and sisters have come here to meet Baba.
7Bāpdādā bhī ēk ēk ratna kō dēkh khuśh hōtē haĩ , jō itnā dūr sē
5No matter what happens anywhere, you still have to come here to meet the Father. 6You come to meet Baba with so much love, bringing so many facilities with you.
8Milnē ātē haĩ , bāp bhī milnē ātē haĩ , bachchē bhī milnē ātē haĩ .
7BapDada is pleased to see each jewel who has come from so far away to meet Him.
9Yahā̃ kuchh bhī bahānā vā itarāj nahī̃ hai , bāp bhī ātē haĩ , bachchē bhī ātē haĩ aur dōnō̃ K|kē man mē̃ kitnā snēh , kitnā man mē̃ umaṅgē̃ haĩ , jō sadā uṛtē rahtē haĩ .
8The Father also comes to meet them and the children also come to meet. 9There are no excuses or objections here. 10The Father comes and the children too come: there is so much love in the minds of both, so much enthusiasm that you are constantly flying.
10Har ēk apnē man sē bhī pūchh saktē haĩ kyōṅki har ēk K|kē man mē̃ yah umaṅg jarūr hai ki sākār mē̃ bābā itnā dūr sē ātā hai , bābā bhī dūr sē ātā hai , bachchē bhī dūr sē ātē haĩ .
11Each one of you can ask your mind because each of you definitely has the enthusiasm in your mind that Baba comes into the corporeal from so far away. 12Baba comes from so far away and the children too come from so far away.
11Yah milan bhī ēk aur raunak mē̃ lē ātā hai .
13In one way, this meeting brings much more splendor.
12Har ēk K|kē man mē̃ umaṅg kitnā hai , kahā̃ jā rahē haĩ !
14There is so much enthusiasm in each one’s mind of where you are going.
13Bābā sē milnē .
15You are going to meet Baba!
14Bābā sē milnā tō achchhā lēkin kahā̃ sē kahā̃ ākarkē pahuñchtē haĩ , yahī har ēk dēkhtā rahtā hai .
16It is good to meet Baba, but each one of you continues to see where you have come from and where you have come to.
15 ( āj bābā nē sabkō apnī bhaviṣhya rājdhānī dillī key|kī sair karāī ) āj bābā sē milē lēkin dillī mē̃ milē .
17(Today, Baba took everyone on a tour of our future capital, Delhi.) 18Today, you met Baba, but you met Him in Delhi.
16Aur dillī vālē apnā kitnā baṛā bhāgya samajhtē haĩ ki bhagvān hamārē liē āyē haĩ .
19Those from Delhi consider themselves to have such great fortune that God has come for them.
17Pahlē itnā mēlā kabhī lagā nahī̃ , jaisē abhī bābā aur bachchē kahā̃ mil rahē haĩ .
20There has never been such a huge mela before as there is now. 21Where are Baba and the children meeting?
18Patā hai nā ?
22Do you know that?
19Kahā̃ mil rahē hō ?
23Where are you meeting?
20Bāpdādā bhī kitnā khuśhī sē kahā̃ milnē āyē hai !
24Where has BapDada come to meet all of you with so much happiness?
21Dillī mē̃ yā madhuban mē̃ .
25In Delhi or in Madhuban?
22Sabhī kitnē bharpūr hō gayē haĩ . 23Aur is din kō kitnā samay yād kiyā , kab vah tārīkh āyēgī jab bāp aur bēṭē kā milan hōtā hai .
26Everyone has become so full, and you have been remembering this day for so long as to when that date will come when the meeting between the Father and the sons takes place?
24Sab vah din yād kartē thē .
27Everyone was remembering this day.
25Kab āyēgā ?
28When will it come?
26Āj ā gayā .
29It has come today.
27Yah milan bhī viśhēṣh din hai .
30This day is a special day for the meeting.
28Sabhī K|kē dil mē̃ kitnī khuśhī hō rahī hai ki ham kahā̃ āyē haĩ ?
31You are all so happy in your hearts about where you have come to.
29Dillī mē̃ āyē haĩ !
32You have come to Delhi.
30Yā madhuban mē̃ āyē haĩ !
33Or, have you come to Madhuban?
31Madhuban mē̃ tō aur bāt hai lēkin āj dillī mē̃ āyē haĩ .
34It is a different matter in Madhuban. 35Today you have come to Delhi, and you are so happy.
32Aur sab kitnē khuśh hō rahē haĩ jō dūr tak nahī̃ pahuñch saktē , unhō̃ kē liē tō jaisē svarg mē̃ jā rahē haĩ , kitnī khuśhī key|kī bāt hai .
36For those who are not able to come so far, it is as though they are going to heaven. 37It is a matter of such great happiness.
33Har ēk K|kē dil sē pūchhō , abhī āp pahuñch gayē hō .
38Ask each one’s heart. 39You have reached now.
34Kitnā din bhī suhānā hai aur suhānē mē̃ suhānā hamārā bābā hai .
40“This day is so beautiful and the most beautiful of all is our Baba.
35Dillī mē̃ pahuñchē haĩ !
41He has arrived in Delhi!”
36Dillī mē̃ rājya tō karnā hai lēkin pahlē dillī mē̃ sēvā bhī karnī hai .
42You have to rule in Delhi, but you first have to serve in Delhi too.
37Aur bābā sē milnā bhī hai .
43You also have to meet Baba.
38Dēkhō kaīyō̃ kē liē tō bābā sē milnā bahut dūr hai .
44See for some, it is so far away to meet Baba.
39Bāp kō bhī rahā nahī̃ jātā .
45The Father also cannot stay without meeting you.
40Achchhā yah bhī majā lē lē̃ .
46Achcha, take this pleasure too.
41Bachchē bhī bahut hōśhiyār hai .
47Children are also very clever.
42Lēkin bābā jab dēkhtē haĩ ki bachchō̃ kā pyār sab taraph sē hai . 43Bāp bhī sōchtē haĩ bachchē sab dēkh lē̃ .
48But when Baba sees that children from all directions have so much love, the Father also wishes that the children should see everything.
44Aur bāp bhī samajhtē haĩ , abhī ābū mē̃ rahē huē haĩ tō ābū mē̃ kyā kyā dēkhē̃gē .
49The Father also understands that you have been living in Abu and so what more are you going to see in Abu?
45Jō thōṛā thā vah tō dēkh liyā .
50Whatever little there is, you have already seen that.
46Abhī kyā dēkhē̃gē !
51What more would you see?
47Isliē yah programme banāyā jō yah pās|pass mē̃ maśhhūr sthān hai , jaisē jaypur hai .
52This is why a programme was made to see the famous places nearby like Jaipuretc.
48Aisē bhī mukhya sthān yahā̃ K|kē dēkh lēvē̃ .
53You should also see such main places here.
49Āpkō bhī pasand hai nā .
54You too like this, do you not?
50Mukhya sthān jō haĩ nā , vah dēkh lēvē̃ .
55You should see the main places.
51Tō bābā kō bachchō̃ kō ghumānā tō hai nā .
56Baba has to take the children on a tour.
52Dillī tō hamārē rājya mē̃ number one hai .
57Delhi isnumber one in our kingdom.
53Dillī par rājya karē̃gē nā .
58You will rule in Delhi, will you not?
54Āpkā rājya kahā̃ hōgā ?
59Where will your kingdom be?
55Dillī mē̃ rājya karē̃gē nā !
60You are going to rule in Delhi, are you not?
56Āpkē liē rājya taiyār hō rahā hai .
61The kingdom is being prepared for you.
57Sabhī khuśhī-khuśhī sē dēkhō pahuñch gayē hō . 58Aur bāp kō bhī khuśhī hōtī hai ki inhō̃ kō rājya tō vahā̃ hī karnā hai .
62See how everyone has arrived here with great happiness and the Father is also happy because you are going to rule there.
59Rājya karē̃gē nā āp dillī mē̃ .
63You are going to rule in Delhi, are you not?
60 ( rājya dillī mē̃ karē̃gē tapasyā śhāntivan mē̃ karē̃gē ) sabhī key|kī bahut samay sē yah dil thī ki ham apnī rājdhānī kō bhī tō dēkhē̃ ki kahā̃ rājya karē̃gē !
64(We will rule in Delhi and do tapasya in Shantivan.) 65Everyone had the desire since a long time to see their capital, of where they will rule.
61Rājya tō āp hī karē̃gē nā .
66You are the ones who are going to rule, are you not?
62Tō abhī sē dēkh lō kōī bhī addition karnī hai , tō bābā kō batā dō ki yah thōṛā cum|kam dikhāī dētā hai .
67So, see it from now, and if you want to make anyaddition, tell Baba that this seems to be a little less.
63Bābā bhī khuśh hōtā hai bachchē jismē̃ khuśh hōtē haĩ .
68Baba is pleased with what the children are pleased with.
64Achchhā hai .
69It is good.
65Jab bachchē khulī dil sē kahtē haĩ , nahī̃ bābā yah sthān jarūr dēkhē̃gē tō bāp bhī lē jātā hai .
70When children say with an open heart, that they will surely see this place, the Father also takes you there.
66Kuchh lōgō̃ kō thōṛā thakāvaṭ yā kuchh bhī hōtā hai lēkin unkō 5 minute kōī yōgī bachchā yā bachchī kō milākē unkō lakṣhya dēkar unmē̃ tākat bhartē haĩ , jō bīch sē nikal nahī̃ jāyē̃ .
71Some people feel a little tired or something else, but by getting them to meet for 5 minutes a yogi son or daughter, give them an aim that fills them with strength so they don’t leave in-between.
67Jitnē nikalē haĩ utnē tō pahuñchē̃ nā .
72At least however many have emerged should come here.
68Āp lōg bhī kahā̃ rājya karē̃gē .
73Where will you all rule?
69Dillī mukhya hai nā .
74Delhi is the main place, is it not?
70Ātā hai nā yahā̃ ham rājya karē̃gē .
75Do you feel that you will rule here?
71Hamārā rājya taiyār hō rahā hai .
76Our kingdom is being prepared.
72Yah sab kisliē hō rahā hai ?
77Why is all of this happening?
73Prakr̥iti bhī hamārē liē taiyār hō rahī hai .
78Nature is also being prepared for us.
74Bāp bhī dēkh rah haĩ ki prakr̥iti bhī inhō̃ key|kī bahut madadgār banī hai kyōṅki bāpdādā dēkhtē haĩ ki yah bachchē tō achchhī mēhnat kartē haĩ .
79The Father is also seeing that nature is helping you a lot because BapDada sees that you children are making very good effort.
75Madad karnē mē̃ , samjhānē mē̃ sabhī mēhnat achchhī kar rahē haĩ .
80All of you are making good effort in helping and explaining.
76Aur sab khuśh haĩ aur yah chakra lagānē mē̃ khuśh haĩ .
81Everyone is happy and they are also happy in touring around.
77Haĩ khuśh ?
82Are you happy?
78Jō khuśh haĩ vah hāth uṭhāvē̃ .
83Those who are happy, raise your hands!
79Hāth tō uṭhā rahē haĩ .
84You are raising your hands.
80Kitnā bhī kahō lēkin bāpdādā bhī sāth hai , yah wonderful bāt hai .
85No matter how much you say, BapDada is with you. 86This is somethingwonderful.
81Bāp kō bhī majā ā rahā hai bachchō̃ kē sāth .
87The Father is also enjoying Himself with the children.
82Tō bachchē bhī khuśh hō rah haĩ , vaisē tō itnē rah nahī̃ saktē haĩ lēkin abhī jab bāpdādā nē programme banāyā hai tō har ēk her|har sthān dēkh lēvē .
88So, the children are also happy. 89Generally, so many cannot stay together, but now that BapDada has made aprogramme, let each one see every place.
83Rājdhānī dēkhnē key|kī khuśhī tō hōtī haĩ nā .
90You have the happiness of seeing the kingdom, do you not?
84Yahā̃ rājya karē̃gē aur mukhya rājdhānī dēkh lī tō sab dēkh liyā .
91You will rule here and if you have seen the main kingdom, you have then seen everything.
85Bābā jāntē haĩ ki sab chakra lagānē chāhtē haĩ lēkin thōṛā sabkō bīch mē̃ ārām bhī dētē haĩ , jissē vah thakāvaṭ K|kē kāraṇ aisē itnā nahī̃ chakra lagā saktē .
92Baba knows that everyone wants to tour around. 93However, He also gives a little rest to everyone in between. 94Sometimes, due to tiredness, some are not able to tour around so much.
86Lēkin dēkhnā hī hai tō apnī rūchi sē , apan dil sē chakra lagānē mē̃ thakāvaṭ kam hōtī hai .
95However, if you want to see something, then by going on a tour with your own interest and your own heart, there is less tiredness.
87Āp sab dillī mē̃ rājya karnē vālē haĩ , vah tō bhāṣhaṇ vagairā karnē ātē haĩ ussē āpnē dēkh liyā ki kyā quality hai .
96All of you are going to rule in Delhi. 97They just come here to give lectures and you have seen what theirquality is.
88Sabkō achchhā lagā ! 89Jahā̃ āp rājya karē̃gē vah advance mē̃ dēkh liyā .
98Did all of you like this – all that you have seen inadvance and the place where you are going to rule?
90Dēkhā ?
99Did you see it?
91Achchhā lagā ?
100Did you like it?
92Achchhā .
101Achcha.
93Sēvā kā turn karnāṭak aur Indore zone kā hai : bāpdādā bhī khuśh hai .
102It is the turn of Karnataka and Indore to serve.BapDada is pleased.
94Sabhī pyār sē apnī rājdhānī taiyār kar rahē haĩ , kuchh kiyā huā hai , kuchh kar rahē haĩ .
103All of you are preparing your capital with love. 104Some things have been done and others are being done.
95Āp achchhī tarah sē dēkh lō āpkē rājya mē̃ kyā kyā hōgā !
105You can see very well all that there will be in your kingdom.
96Aur jō khās miss hō tō batā saktē hō .
106And if there is anything inmissing in particular, you can tell Baba.
97Pasand hai dillī ?
107Do you like Delhi?
98Kyōṅki pīchhē bhī tō rājya karnā hai nā , vah bhī dillī mē̃ hī karnā hai .
108You are going to rule there, later too, are you not? 109You are going to do that too in Delhi.
99Itnā time sē baiṭhē haĩ tō thak gayē hōṅgē .
110You have been sitting here for so long and so you must be tired.
100Sab tīn minute baiṭhō aur vidāī lō|low . 101Global hospital key|kī silver jubilee year chal rahā hai : bahut achchhā .
111Everyone now sit for three minutes and then it will be time to take leave. 112It is the Silver Jubilee year of the Global Hospital.Very good.
102Abhī kyā karnā hai ?
113What are we going to do now?
10340 dēśhō̃ sē 400 double vidēśhī āyē haĩ : sabhī nē mount ābū tō dēkhā hai nā .
114400 Double foreigners have come from 40 countries.You have all seen Mt. 115Abu, have you not?
104Lēkin āp lōg jō suntē hō nā , āj yah hall|hāl mē̃ programme chal rahā hai , tō abhī tō āpkē sāmnē vah dēkhā huā ātā hai , dēkh chukē haĩ , vah sāmnē ā jātā hai .
116However, whatever you hear, today, there is this programme taking place in this hall. 117Whatever you have seen in the past is coming in front of you. 118Whatever you have seen before comes in front of you.
105Tō dēkhnē sē majā bhī ātā hai .
119When you see it, you enjoy yourself.
106Abhī programme huā nahī̃ hai , hōnā hai .
120The programme has not yet taken place; it is to take place.
107Lēkin hai yahī hall|hāl jahā̃ sab official programme chalnē haĩ .
121However, it is this hall where all the official programmes are going to take place.
108 ( Munnī bahan nē bāpdādā kō kahā mōhinī bahan bahut yād ātī hai , vah kahā̃ hai .
122(Munniben told BapDada she has been remembering Mohiniben a lot and asked where she is) She is now serving.
109) 110Abhī vah sēvā kar rahī hai .
123Achcha.
111Achchhā .
124* O M S H A N T I*