शुक्रवार 24 फ़रवरी 2017 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> > 24-02-17 ōm śhānti " avyakt bāpdādā " madhuban
0> > 24/02/2017 Avyakt BapDada 24/02/2017 1The garland is your special memorial.
1" mālā āpkā viśhēṣh yādgār hai , is mālā kō pahankar sadā mālādhārī hōkar rahnā , yahī chamaktī huī mālā āj key|kī viśhēṣh gift hai "
2Wear this garland and remain constantly garlanded. 3This sparkling garland is today’s special gift.
2 ( śhivjayantī kē nimitt pūrē hall|hāl kō bahut sundar mālāō̃ sē , jhaṇḍiyō̃ sē sajāyā gayā hai , bāpdādā bachchō̃ key|kī viśhāl sabhā kō dēkhkarkē sabhī bachchō̃ K|kē galē mē̃ bā̃hō̃ key|kī chamaktī huī mālāyē̃ pahnā rahē haĩ ) āj śhiv jayantī key|kī mubārak , mubārak , mubārak .
4(On the occasion of Shiv Jayanti, the whole of Diamond Hall was decorated very beautifully with garlands and Shiv Baba flags. 5Seeing the unlimited gathering of the children, BapDada garlanded all the children with the sparkling garland of His arms.) 6Congratulations, congratulations, congratulations for Shiv Jayanti.
3Sabhī K|kē dilō̃ mē̃ kitnī khuśhī hai ?
7How much happiness do all of you have in your hearts?
4Sabkē dil mē̃ bābā ā gayā hai .
8Baba has entered everyone’s heart.
5Sabhī K|kē dilō̃ mē̃ abhī kaun ?
9Who is in everyone’s heart now?
6Bābā .
10Baba.
7Bābā hī bābā dēkhō .
11Look, there is Baba and only Baba.
8Jahā̃ dēkhō bābā hī bābā , bābā hī bābā , bābā hī bābā .
12Wherever you look, there is Baba and only Baba. 13Baba and only Baba.
9Tō āj sabhī bahut hārṣit hō rahē haĩ .
14Baba and only Baba. 15So, today, everyone is very happy.
10Kisliē ?
16Why?
11Bābā svayã bachchō̃ kō mālā pahnānē kē liē āyē haĩ .
17Baba Himself has come to garland all the children.
12Bābā galē mē̃ mālā pahnāyē̃ tō kaisē hō jātē haĩ .
18How will all of you look when Baba garlands each of you with a garland around your neck?
13Tō abhī ēk-ēk K|kē galē mē̃ bābā nē mālā pahnāī hai . 14Aur sabhī mālādhārī kitnē śhōbhnik lag rahē haĩ .
19So now, Baba has put a garland around each one’s neck, and all of you are wearing your garlands and looking so beautiful.
15Sab ēk-dō key|kī mālā kō dēkh karkē khuśh hō rahē haĩ aur sadā har ēk kō bāpdādā key|kī taraph sē mālā hai hī .
20Seeing each other’s garland, you are all so happy, and each one always has a garland from BapDada.
16Mālā kā śhraṅgār hamārā bahut gāyā huā hai isliē āj bhī vahī yādgār jō hai vah yād āyā aur sab mālā K|kē dānē pahanē huē kitnē chamak rahē haĩ . 17Vāh !
21Our decoration of the garland is remembered a lot and this is why even today, that memorial came to mind and all who are wearing the garlands of beads are sparkling so much.
18Kamāl hai .
22Wah!
19Jō sabhī nē jahā̃ tahā̃ mālā ḍāl diyā hai , sārā hall|hāl mālāō̃ sē saj rahā hai .
23It is a wonder that everyone has put garlands here and there. 24The whole hall is decorated with garlands.
20Tō mālāō̃ key|kī yādgār kiskī hai ?
25So, whose memorial are the garlands?
21Bāp aur bachchō̃ key|kī .
26The Father’s and the children’s.
22Kitnā bhī kōī kahē , bābā key|kī yād bahut-bahut achchhī hai . 23Bābā key|kī yād tō hai hī , binā bābā K|kē āp kyā karē̃gē ?
27No matter how much someone says that the remembrance of Baba is very, very good, there is Baba’s remembrance anyway. 28What would you do without the Father?
24Hai hī yādgār .
29It is the memorial.
25Tō pahlē number kā yādgār tō bhāī aur bahanō̃ kā hai , jō sachmuch mēhnat karkē apnē kō bhī sajāyā hai aur is hall|hāl kō bhī sajāyā hai .
30So, the first number memorial is of the brothers and sisters. 31Truly, you have worked hard and decorated yourselves and you have also decorated the hall.
26Chārō̃ ōr jaisē khuśhī kā mēlā lag rahā hai .
32It feels as though there is this mela of happiness everywhere.
27Tō kitnā achchhā function lag rahā hai , jaisē abhī-abhī bābā nē mālāō̃ sē sajākar āpkō taiyār karkē biṭhāyā hai kyōṅki bābā kē sāth bachchē bhī haĩ .
33So, this function is looking so good. 34It is as if Baba has decorated all of you with garlands, made you ready and made you sit here because the children are also with Baba.
28Bābā kē sāth sabhī bhāīyō̃ kō , bahanō̃ kō thōṛā bahut tō sajnā paṛēgā .
35Along with Baba, all brothers and sisters will also have to be decorated a little.
29Āpkī mālāyē̃ dūr sē hī saj rahī haĩ aur bābā bhī dēkh-dēkh kar , chārō̃ ōr key|kī mālāyē̃ dēkhkar bahut khuśh hai ki vāh !
36Your garlands are looking good even from a distance and Baba is also very happy to see all the garlands everywhere and says: Wah!
30Āj bachchē mālā kā maṇkā pahan kar kitnē saj gayē haĩ .
37Today, all the children have been decorated and are wearing garlands of beads.
31Tō āj key|kī sabhā key|kī sajāvaṭ dēkh karkē bābā khuśh hō rahē haĩ vāh mērē bachchē vāh !
38So, seeing the decoration of the gathering today, Baba is happy: Wah, My children, wah!
32Ēk-dō key|kī sajāvaṭ kō dēkh karkē hī khuśh hō gayē haĩ .
39You have become happy on seeing each other’s decorations.
33Aur bābā kō kitnī khuśhī hō rahī hai !
40Baba too is experiencing so much happiness.
34Ēk-ēk bachchē kō dēkh karkē bāp bhī aisē muskarātā hai jō āp dēkh rahē hō .
41Seeing each and every child, the Father is also smiling so much and you can see that.
35Yah real phūlō̃ kā hār tō hai hī lēkin bābā nē har ēk K|kē galē mē̃ original mālā kaun see|sī|C pahnāī hai ?
42These are garlands of real flowers, but what original garland has Baba garlanded each one of you with?
36Chamaktī huī mālāō̃ kā hār dēkhō sabkē galē mē̃ paṛā hai .
43Look, there is a sparkling garland around the neck of each one of you.
37Aur phūlō̃ sē kitnā bhī chāhē śhraṅgār karē yā nahī̃ karē lēkin sabkē mukh sē vāh-vāh tō nikal rahā hai nā .
44Whether or not you decorate yourselves with flowers, “Wah, wah” is emerging from everyone’s lips.
38Vahī mālā hai .
45It is the same garland.
39Yah mālā kitnī saj rahī hai !
46The garland is looking so beautiful.
40Mālā śhraṅgār hai .
47The garland is the decoration.
41Tō is dēśh mē̃ abhī sabsē baṛā śhraṅgār kiskā hai ?
48What is the greatest decoration in this country right now?
42Bābā kā .
49It is of Baba.
43Sabkē galē mē̃ dēkhō hār paṛā hai .
50Look, there is a garland around everyone’s neck.
44Tō bābā nē khud mālā kā hār pahnāyā hai .
51Baba Himself has garlanded you.
45Common hār tō pahnātē hī haĩ , common bāt hai lēkin is mālā kā matlab achchhā hai , baṛhiyā hai .
52You are garlanded with common garlands anyway. 53That is common, but the meaning of this garland is good, it is great.
46Yah mālā yādgār mālā hai .
54This garland is a garland which is a memorial.
47Sabhī kō dēkhō sabhī kā kāndh kitnā chamak rahā hai , ēk-dō kō dēkhō aur kitnē sārē galē sajē huē haĩ .
55Look at everyone. 56Everyone’s shoulders are sparkling. 57Look at one another, and see how so many necks are beautifully decorated.
48Sabhī K|kē galē dēkhkar har ēk kitnē khuśh hō rahē haĩ , vāh !
58Seeing each one’s neck, each one is so happy. 59Wah!
49Vāh !
60Wah!
50Tō bābā bhī galē mē̃ mālāyē̃ dēkh karkē khuśh hō rahē haĩ vāh !
61So, Baba is also happy to see the garlands around your necks. 62Wah!
51Sabhī mālādhārī , śhakla dēkhō sabkī kyā hai ?
63All of you who are garlanded, just look at your faces!
52Bilkul lāl-lāl .
64Completely red.
53Tō aisē mālāō̃ sē sajē huē chamaktē huē mālādhārī bachchē , yahā̃ sē ākē dēkhē tō bilkul chamaktī huī mālā , sabhī key|kī mālā bahut chamak rahī hai .
65So, such ones who are decorated with the garlands, the sparkling, garlanded children, if you could see everyone from here you would see the completely sparkling garlands. 66Everyone’s garland is sparkling so much.
54Sabkē galē mē̃ bābā key|kī taraph sē milī huī mālāyē̃ bhī paṛī huī haĩ .
67Everyone has a garland that they have received from Baba around their neck as well.
55Sabkē galē mē̃ haĩ aur kitnā galē mē̃ saj rahī haĩ .
68It is around everyone’s neck and it looks beautiful around each one’s neck.
56Har ēk K|kē galē mē̃ bābā chamak rahā hai aur har ēk galā dēkhō kitnā chamaktā hai kyōṅki mālā āpkē yādgār mē̃ gāī huī hai .
69Baba is sparkling around each one’s neck and so look at each one’s neck – it is sparkling so much because the garland is remembered as your memorial.
57Tō āj K|kē din direct bāp nē āp sabkō mālā pahnāī hai .
70So, today, the Father has directly garlanded all of you.
58Dēkhō yah 24-02-17 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban 2/3 mālā kitnā chamaktī hai .
71Look at how these garlands are sparkling so much. 72The sparkle of the garlands is unique.
59Mālā key|kī chamak hī apnī nyārī hai .
73Seeing each other’s garlands, you are so happy.
60Ēk-dō key|kī mālā kō dēkh karkē kitnē khuśh hō rahē haĩ .
74Today, the hall is decorated with garlands.
61Tō āj hall|hāl mālāō̃ sē bahut sajā huā hai .
75All of you can see your own garlands, can you not?
62Sabhī apnī mālā dēkh rahē haĩ nā ! 63Sārē hall|hāl mē̃ mālāyē̃ dēkhō kitnī chamak rahī haĩ , nyārē hōkarkē dēkhnā .
76Look how the garlands in the whole hall are sparkling so much; look at this as a detached observer.
64Abhī sabhī uṭhō tō mālā jarūr dēkhnā . 65Aisē sajā huā , bas .
77Now, when you get up, definitely look only at the garlands.
66Sab mālā sē sajē huē kitnē sundar lagtē haĩ .
78All of you who are decorated with the garlands are looking so beautiful.
67Yah hār paṛā hai tō māyā bhī hār khā lētī hai . 68Mālāō̃ kō dēkh karkē hī māyā bhāg jātī hai aur āp vijayī ban jātē haĩ .
79Because you have a garland (haar), Maya is also defeated (haar khana – to be defeated). 80Seeing the garlands, Maya runs away and you become victorious.
69Tō yah chamakdār mālā apnī dēkh rahē hō nā !
81So, you are seeing your sparkling garlands, are you not?
70Pīchhē vālē , right vālē , sabhī kitnē saj gayē haĩ . 71Chāhē kiskō mālāyē̃ paṛī haĩ yā nahī̃ !
82Those sitting at the back, those sitting on the right, all of you are decorated so well, and that is whether some of you have a garland or not.
72Kyōṅki āj bābā nē sabhī kō mālā kā parichay dē karkē biṭhāyā hai .
83Because today, Baba has brought the garland to all of you and made you sit here.
73Har ēk bachchā mālā sē aisā saj gayā hai jaisē sadaiv kē liē yah mālā inhō̃ K|kē galē kā maṇkā hai .
84Each child is decorated with the garland in such a way that it is as though this is a garland of beads around your neck for all time.
74Dēkh rahē hō apnī mālāyē̃ !
85Are you seeing your garlands?
75Har ēk K|kē galē mē̃ dēkhō kitnī mālā chamak rahī hai ? 76Jō āp khud bhī dēkh karkē khuśh hō rahē haĩ .
86Look how much the garland is sparkling around each one’s neck, and you yourselves are happy to see this.
77Raś tō hōtā hai jahā̃ tahā̃ .
87There is a rush everywhere.
78Tō āj mālāō̃ key|kī chamak bahut hai .
88Today, the garlands are sparkling very much.
79Har ēk apnī mālā kō chamaktī huī dēkh rahē haĩ .
89Each one of you can see your sparkling garland, can you not?
80Har ēk key|kī mālāō̃ key|kī chamak yahā̃ sē ākar dēkhō , ēk-ēk K|kē mālā key|kī mahimā hai .
90Come here and look at the sparkle of each one’s garland. 91There is praise of each one’s garland.
81Itnā sajānē vālā kaun ?
92Who is decorating you so much?
82Mērā bābā .
93“My Baba.”
83Sab kyā kahē̃gē ?
94What would all of you say?
84Mērā bābā .
95“My Baba.”
85Ēk-ēk kō āgē pīchhē yahā̃ vahā̃ sabkō dēkhō , mālāyē̃ kitnī jaldī sē ā gaī aur sabkē galē mē̃ paṛ bhī gaī .
96Look at each one from the front and the back, from here and there, look at everyone – the garlands have come so quickly and are put around everyone’s neck.
86Sabhī K|kē galē mē̃ mālāyē̃ kitnī sundar lag rahī haĩ .
97The garlands around each one’s neck are looking so beautiful.
87Harēk ēk - ēk key|kī mālā dēkh rahā hai , sab mālādhārī haĩ .
98You are all seeing each other’s garland; all are garlanded.
88Bābā kō aisē function mē̃ patlī see|sī|C mālā bhī bahut achchhī lagtī hai .
99At such functions, Baba likes these thin garlands very much.
89Abhī dēkhō āp lōg āyē tō kōī kōī nē mālā pahanī huī thī , jō dikhāī dē rahī hai .
100Now, you have all come and some of you are wearing your garlands which are visible.
90Mālā kō dēkh karkē har ēk K|kē man mē̃ ā rahā hai , mālā mē̃ mērā nām tō hai nā .
101Seeing the garland, it enters each one’s mind “My name is in the rosary, is it not?”
91Hai ?
102Is it?
92Sabhī jō bhī baiṭhē haĩ sabkā mālā mē̃ nām hai ?
103All of you who are sitting here: are the names of all of you in the rosary?
93Hāth uṭhāō .
104Raise your hands!
94Sabhī kō niśhchay hai .
105All of you have this faith.
95Arē , mālā hamārē liē hī bābā nē banāī hai .
106O! 107Baba has created the rosary for all of us.
96Tō sabhī kā chēhrā dēkhō kitnā achchhā saj rahā hai .
108Look, how the faces of all of you are decorated so well.
97Sthūl mē̃ tō chāhē kitnā bhī sajāō , sabkī mālā chamak rahī hai aur chamaktī huī mālā kā chitra sabhī kā bahut achchhā hai .
109Physically, no matter how much you decorate it, the garland of each one is sparkling and the picture of the sparkling garland of all of you is very good.
98Apnē pās|pass rakhnē lāyak hai .
110It is worth keeping it with you.
99Bābā sē yah gift lēkarkē jānā .
111Take this gift from Baba when you go.
100Āj key|kī gift jō hai , vah mālā hai .
112Today’s gift is this garland.
101Har ēk apnē kō aisā chamaktā huā mālā kā maṇkā samajhtē haĩ ?
113Does each one of you consider yourself to be such a sparkling bead of the rosary?
102Jō samajhtē haĩ maṇkā tō hamārē galē mē̃ paṛ gayā hai , vah hāth uṭhāō .
114Those of you who believe that the beads are around your neck, raise your hands!
103Vāh ! 104Vāh !
115Wah, wah!
105Dēkhō , mālā sē kitnā sajā huā dēkhtē haĩ ?
116Look, you are looking so well decorated with the garland.
106Aur khās āj K|kē din kē liē bābā mālā banātā hai .
117And Baba has especially made the garland for today.
107Āpkō milēgī nā , phir dēkhnā kitnī chamak hai .
118You will get it and then you will see its sparkle.
108Tō sārā hall|hāl bhī dēkhō mālāō̃ sē kitnā achchhā sundar mālāmāl hō gayā hai .
119Look, how the whole hall is so full of all the garlands.
109Abhī ēk-ēk bachchā dēkh rahā hai , mērē galē mē̃ tō hai nā .
120Now, each child is looking to see: it is around my neck, is it not?
110Jitnā dēkhtā hai nā , utnī mālāyē̃ baṛhtī jātī haĩ .
121The more you look at them, the more the garlands increase.
111Mālāyē̃ paṛī huī sabhā kō dēkh bāpdādā hārṣit hō rahē haĩ vāh , vāh mālādhārī !
122Seeing the gathering and each one with the garlands around them, BapDada is very pleased: Wah, wah, garlanded ones.
112Vāh !
123Wah!
113Yah yādgār tō āpkā hī hai nā , mālāyē̃ .
124These garlands are your memorial, are they not? 125Of the garlands.
114Chāhē phūlō̃ key|kī pahnāō , chāhē kōī chīj key|kī pahnāō lēkin mālā yādgār hai .
126Whether you are garlanded with flower garlands or garlands made of anything else, the garland is the memorial.
115Aur ēk-dō kō dēkh karkē kitnē khuśh hōtē haĩ , vāh phalānē nē bhī mālā pahanī hai .
127And, seeing one another, you are so happy. 128Wah! 129So-and-so is also wearing a garland.
116Tō mālādhārī bachchō̃ kō dēkh karkē sabhī muskarā rahē haĩ .
130Seeing the children wearing the garlands, everyone is smiling.
117Aur second mē̃ sabhī nē pahan liyā , dēkhō kitnā achchhā lag rahā hai .
131And each one has put it on in a second. 132Look, it looks so beautiful.
118Mālāō̃ kō dēkh karkē mālā pahnānē vālā yād ātā hai .
133Seeing the garlands, you remember the One who has put the garlands on you.
119Āj khās mālādhārī bachchē haĩ .
134Today, all of you are the especially garlanded children.
120Jaisē mālā yādgār mē̃ hai nā ! 121Aisē yah mālā jō hai yādgār hai .
135Just as there is the memorial of a garland, similarly, this garland is also a memorial.
122Sabhī kitnē achchhē lag rahē haĩ .
136All of you look so good!
123Sabhī K|kē galē mē̃ mālāyē̃ chamak rahī haĩ .
137The garland is sparkling around each one’s neck.
124Sabhī kā galā dēkhō kitnā achchhā lag rahā hai .
138Look how each one’s neck is looking so beautiful.
125Bābā key|kī mūrti mē̃ bhī mālā hai .
139There is a garland on Baba’s idol as well.
126Mālā bahut achchhī yādgār hai .
140The garland is a very good memorial.
127Sabhī kahā̃ baiṭhē hō ?
141Where are all of you sitting?
128Hall|hāl mē̃ .
142In the hall?
129Bābā K|kē galē mē̃ sab baiṭhē haĩ .
143All of you are sitting around Baba’s neck.
130Mālā dēkhī hai nā !
144You have seen the garland, have you not?
131Mālā chamaktī kitnā hai lēkin agar ghaṛī ghaṛī āp nīchē ūpar huē tō phir mālā kā show kyā rahēgā !
145The garland is sparkling a lot, but if you constantly move around up and down, what will be the show of the garland?
132Tō sabhī abhī mālādhārī bankē apnē chitra kō dēkhō .
146So, now all of you are to be the ones who wear the garland and so look at your own picture.
133Sabkā galā kitnā saj gayā hai .
147Each one’s neck is so beautifully decorated.
134Yah sab mālāyē̃ kiskō paṛē̃gī ?
148Who will be garlanded with all these garlands?
135Bābā kō .
149Baba will be.
136Bābā tō saṅgam par mālā pahantā nahī̃ .
150At the confluence age, Baba does not wear the garland.
13724-02-17 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban 3/3 bāp bachchō̃ kē sāth mālā pahantā hai , kiskō mālā nahī̃ bhī hō nā , kōī maṇkā khō gayā hō tō vah apnī mālā kā maṇkā lēkē jānā .
151The Father wears the garland with the children. 152If someone does not have a garland, if the beads are lost somewhere, then, you must take the beads of your garland before you go.
138Tō āj sabhī K|kē galē mē̃ chamaktī huī mālāyē̃ dēkh kitnē khuśh hō rahē haĩ !
153So, today, seeing the sparkling garlands around each one’s neck, Baba is so happy.
139Vāh ēk dō key|kī mālā dēkh rahē haĩ nā !
154Wah, you are seeing one another’s garland, are you not?
140Tō sabkē dil sē vāh vāh nikal rahā hai .
155Wah, wah is emerging from each one’s heart.
141Achchhā .
156Achcha.
142Abhī tō dērī hō jāyēgī , isliē sabhī bachchō̃ kō mālādhārī bankē mālā mē̃ dikhāyā hai .
157Now, it is getting late and this is why all the children have been shown as garlanded and in the rosary.
143Sēvā kā turn eastern , tāmilnāḍu kā hai . 144Baṅgāl , bihār , uṛīsā , āsām sē 15 hajār āyē haĩ .
158It is the turn of the Eastern and Tamil Nadu zones to serve: 15,000 have come from West Bengal, Bihar, Odisha and Assam.
145Total 26 hajār āyē haĩ : sabhī ēk-dō kō dēkh karkē saj gayē haĩ .
159In total, 26,000 have come. 160All of you have been decorated on seeing one another.
146Vāh dēkh-dēkh kar bāp bhī muskarā rahē haĩ , vāh bachchē vāh !
161Wah, seeing all of you, the Father is also smiling. 162Wah, children, wah!
147Abhī bhī sabhī baiṭh karkē chitra nikāl K|kē jānā , bhāg nahī̃ jānā .
163Even now, let all of you take your picture before you go. 164Do not run away just like that.
148Nēpāl : ( 2500 āyē haĩ ) mālā pahannē vālē har ēk dēkh rahē haĩ ki mērī mālā kitnī chamak rahī hai aur chamak dēkhō kitnī hai .
165Nepal (2500 have come): All of those who are wearing the garlands are seeing how much their garlands are sparkling. 166See how much sparkle there is.
149Ēk-ēk mālā K|kē maṇakē key|kī chamak dēkhō kitnī hai .
167Look at how each bead of the rosary is sparkling so much.
150Tāmilnāḍu : ( 3000 āyē haĩ ) sabkī chamak achchhī hai , banāī bhī achchhī hai .
168Tamil Nadu (3000 have come): The sparkle of each one is good and it has been made well.
151Sabhī hāth mē̃ dēkhō , chārō̃ ōr yah chamaktī huī mālāyē̃ kaisī achchhī lag rahī haĩ .
169Everyone, look at it in your hands. 170These sparkling garlands everywhere are looking so good.
152Sabhī jō bhī haĩ vah baiṭh karkē apnī mālā kā show dikhāvē̃ .
171All of you, sit and show the show of your own garland. 172Now, sit down.
153Abhī baiṭhō , jyādā śhraṅgār nahī̃ karō , jitnā kiyā hai , utnā hī dikhāō .
173Do not decorate yourselves too much but show however much you have done.
154Double vidēśhī 75 dēśhō̃ sē 1000 āyē haĩ : is group mē̃ sabsē jyādā double vidēśhī āyē haĩ .
174Double foreigners (1000 have come from 75 countries - The maximum number of double foreigners have come in this group.)
155Kitnī achchhī chamak hai .
175The sparkle is so good.
156Chamak dēkhō sārē hall|hāl key|kī , kamāl hai , kitnī sundar hō gaī hai .
176Look at the sparkle in the whole hall! 177It is so beautiful!
157Sabhī hār vālē āp apnī niśhānī agar apnē pās|pass rakhnē chāhō tō bāpdādā sabhī K|kē mālāō̃ key|kī yādgār , aisē karō tō yah jō tillī ( hathēlī ) hai , vah kitnī saj rahī hai .
178All of you who are with the garlands, if you wish to keep your own token with yourselves, then BapDada will give you the memorial of the garlands, and if you turn your hands (palms) up, that is decorated so beautifully.
158Aisē chamak rahī hai , jaisē abhī-abhī svarg sē āī hai .
179It is sparkling as though it has come from heaven just now.
159Āp dēkhō abhī apnē hār kō thōṛā aisē karkē dēkhō , aurō̃ kō na dēkhō , apnē kō hī dēkhō tō kitnē chamaktē haĩ !
180All of you - look at your garlands, just shake it a little and look at it. 181Do not look at others, only look at yourselves - and you are sparkling so much.
160Jō āp baiṭhē hō , āp hī badal jātē hō , hār pahannē sē .
182All of you sitting here, you change by wearing the garland.
161Ēk āp khud mālik hō chamaknē vālē aur dūsrā hār ( phūlō̃ kā ) bhī milā hai , vah bhī bahut chamak rahā hai .
183Firstly, you yourselves are the masters who are sparkling and, secondly, you have also been given the garland (of flowers); that too is sparkling a lot.
162Tīsrā yah hār ( bā̃hō̃ kā ) bhī hai , iskī mahimā tō sabsē jyādā hai .
184Thirdly, you also have this garland (of the arms) and its praise is the greatest of all.
163Tō abhī tō sirph dēkh lō phir kōī time bābā uṭhavākē dēkhēgā .
185Now, just look at it, and then, another time, Baba will look at it with you holding it up.
164Abhī jō mālāyē̃ haĩ , vah chamaktī huī haĩ tō aur sab kuchh chhipākē sirph mālāō̃ kā hār sajākē āgē karō tō dēkhō sabhā kaisē lagtī hai !
186Now, the garlands are sparkling, so hide everything else and simply put the garlands in the front and see what the gathering looks like.
165Bāpdādā nē apnē hastō̃ sē jhaṇḍā phahrāyā aur 81 vī̃ trimūrti śhiv jayantī key|kī sabkō badhāīyā̃ dī|the ōm śhānti .
187BapDada hoisted the flag with His hands and gave everyone greetings for the 81st Trimurti Shiv Jayanti. 188Om shanti. 189What have all of you come together for now?
166Abhī āj sabhī ikaṭṭhē huē hō kisliē ?
190What is your main work here? 191That of transformation.
167Āpkā kām yahā̃ mukhya kyā hai ?
192So, have you brought about transformation?
168Parivartan karnē kā . 169Tō parivartan kiyā ?
193Now, all of you have to remain ever ready.
170Abhī sabhī ever ready rahō .
194You have to do it. 195It is accomplished.
171Karnā hai , hō gayā . 172Nahī̃ karnā hai , tō chakra lagākē āyē .
196If you don’t want to do it, then go around and then come back.
173Tō sabhī dēkhō , pyār sē dēkh rahē haĩ nā .
197Everyone, look! 198You are looking with love, are you not?
174Ārām sē dēkhā nā .
199You saw it comfortably, did you not?
175Sārē sāl kē liē śhivjayantī key|kī mubārak hō , mubārak hō , mubārak hō .
200Congratulations, congratulations, congratulations for Shiv Jayanti, for the whole year.
176Āj kā din viśhēṣh manānē kā din hai , tō sabhī nē apnē andar yah dīpak jalāyā , jhaṇḍā bhī laharāyā , dīpak bhī jagāyā , sabhī K|kē chēhrē mē̃ chamak ā gaī hai .
201Today is a special day to celebrate. 202So each of you has lit this lamp within you; you hoisted the flag. 203You lit the lamp and a sparkle came on everyone’s face.
177Khuśhī hai nā , sabhī key|kī śaklō̃ mē̃ khuśhī key|kī jhalak ā gaī hai .
204You are happy, are you not? 205There is the sparkle of happiness on each one’s face.
178Pīchhē vālē kyā samajhtē haĩ ?
206What do those who are sitting at the back think?
179Sabhī K|kē dil mē̃ dilārām hai ?
207Is Dilaram, the Comforter of Hearts, in everyone’s heart?
180Bas dilārām aur dilvālē .
208Simply Dilaram and Dilwale, the One who has won the hearts.
181Jitnī chījē̃ chāhō utnī ā saktī haĩ lēkin sirph abhī tak saṅgam nivāsī sīkh rahē haĩ .
209There can be as many things as you want, but until now, those who are residents of the confluence age are still studying.
182Jān nahī̃ gayē haĩ , sīkh rahē haĩ lēkin bābā chāhtā hai ki ēk bārī bābā kahē ōm śhānti tō aisē sabhī hārṣit hō̃ jaisē hamārā yah sūrya aur chandramā kitnā saj jātā hai , dēkhā hai nā kitnā achchhā saj karkē najar ātā hai , tō āj K|kē din key|kī sabhī kō mubārak hō , mubārak hō .
210You do not know everything yet; you are still learning. 211However, when Baba says ‘Om shanti’ once, Baba wants all of you to become so happy, just as the sun and the moon look so beautiful. 212You have seen how beautiful they look, so, congratulations, congratulations to everyone on this day. 213* * * O M S H A N T I * * *