शुक्रवार 10 नवंबर 2017 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> ōm śhānti 10-11-17 madhuban

0 Avyakt BapDada Om Shanti 10/11/2017

1Pyārē bāpdādā K|kē avataraṇ divas kā yah dūsrā turn hai .

1> Today is the second turn of beloved BapDada’s day of incarnation.

2Pyārē bāpdādā kā rath gullār dādī jī kal ( 9-11-17 ) kō mumbaī sē śhāntivan pahuñchī .

2Beloved BapDada’s chariot Dadi Gulzarji came back to Shantivan from Mumbai yesterday (9-11-2017).

3Āj 10 tārīkh kō sāyã 6 ḥ 30 bajē sē pyārē bāpdādā K|kē mahāvākya video dvārā sunāyē gayē .

3Today, on 10th, Beloved BapDada’s elevated versions will be related through the video from 6.30 pm.

4Vah mahāvākya āpkē pās|pass bhēj rahē haĩ .

4These elevated versions are being sent to you.

5Yah turn karnāṭak zone aur Indore ( ārtī bahan ) zone key|kī sēvā kā hai .

5This time, it is the turn of Karnattak and Indore (Artiben) to serve the groups.

6Avyakt mahāvākya sunnē K|kē paścāt dādī gullār jī nē pyārē bāpdādā kō bhōg lagāyā phir sabsē nayan mulākāt kartē huē , hāth hilātē milan manāyā aur sabkē prati madhur mahāvākya uchchāraṇ kiyē , vah āpkē pās|pass bhēj rahē haĩ .

6After hearing the avyakt elevated versions, our Dadi Gulzarji offered bhog to Beloved BapDada and then, celebrating a meeting with the eyes and waving her hand, and then spoke the sweet elevated versions for everyone (as per below).

7Āj kā din kitnā pyārā hai jō mīṭhē bābā key|kī smr̥iti dilā rahā hai .

7Today is such a lovely day that it is reminding us of our sweet Baba.

8Bhin-bhinna samay K|kē din , milan K|kē din , mahāvākya sunnē K|kē din , yah sab āpkō smr̥iti dilānē kē liē hai kyōṅki itnē samay kē bād tō bhūl bhī jātā hai lēkin buddhi mē̃ , smr̥iti mē̃ tō hai hamkō yah vardān milē huē haĩ .

8It is a day for different things – a day for celebrating a meeting, a day for listening to the elevated versions, all of these are to remind you because after such a long time, it is possible that you forget, but you have it in your intellect and in your awareness that you have received these blessings.

9Tō yah jō vardān haĩ , yah samay par bahut kām mē̃ ātē haĩ .

9These blessings are very useful at the right time.

10Kōī samay aisā ātā hai jab apnē kō akēlā samajhtē haĩ , kōī sāthī sākār mē̃ najar nahī̃ ātā hai lēkin yah jō hamārā samay bītā hai , yah samay bītā hai saṅgaṭhan key|kī śhakti sē .

10There are times when you consider yourself to be alone and you cannot see any physical/corporeal companion in front of you, but this time we have been through, we have been through that with the power of the gathering.

11Saṅgaṭhan hamkō bahut pyār sē , snēh sē lēkē chal rahā hai .

11The gathering is moving us along with a lot of love.

12Akēlā bhī chaltē haĩ lēkin saṅgaṭhan key|kī madad abhī jarūrī hai .

12We can move alone, but the help of the gathering is essential.

13Jab saṅgaṭhan key|kī bāt ātī hai tō sabkē chēhrē badal jātē haĩ .

13When it comes to a gathering, everyone’s faces change.

14Vaisē tō hamārē andar sabkī yād hai aur sabkē andar hamārī yād hai .

14In fact, I remember everyone and everyone remembers me.

15Ham akēlē nahī̃ chaltē haĩ . 16Saṅgaṭhan mē̃ chaltē haĩ .

15We are not moving alone, we are moving as a gathering.

17Saṅgaṭhan hamkō apnā banākē , milākē chalā rahā hai aur saṅgaṭhan key|kī jō śhakti hai , vah bhī dikhātī hai ki saṅgaṭhan kitnā pyārā hōtā hai .

16The gathering has made us belong and is making us move together. 17The power of the gathering is showing us how the gathering is so lovely.

18Chaltē-phirtē kitnā saṅgaṭhan kā phāydā hōtā hai .

18As you move along, the gathering gives you so much benefit.

19Tō saṅgaṭhan kā lābh lētē huē ham saṅgaṭhit rūp mē̃ bhin-bhinna tarīkē sē saṅgaṭhan kō use kar rahē haĩ .

19So, taking benefit of the gathering, we are collectively using the gathering in different ways.

20Kahā̃ bhī kuchh hōtā hai tō chāhē akēlē , chāhē saṅgaṭhan mē̃ kisī bhī rīti sē jab sāth mē̃ saṅgaṭhan mē̃ hōtē haĩ tō kitnā pyārā samay bīttā hai aur kitnā āpas kā lav|love smr̥iti mē̃ ātā hai isliē bahut achchhā hai jō āj K|kē din ham āpas mē̃ tō miltē haĩ lēkin āpas mē̃ milnē kā ādhār hai hamārā bābā .

20Whenever something happens anywhere, whether you are alone or in a gathering in any way, then the time spent together in a gathering is so lovely, and there is so much love between one another. 21This is why it is good that we are meeting one another on this day, and the basis of our meeting is our Baba.

21Bābā bhī bachchō̃ sē dil sē miltē haĩ phir bāhar school mē̃ tō hamārā school śharīr bhī hai tō vah bhī miltā hai , tō aisē lagtā hai jaisē ham ēk parivār haĩ .

22Baba also meets the children with His heart. 23Externally, there are also our physical bodies and so we meet physically too. 24So, it feels like we are one family.

22Tō āpas mē̃ milnē kā , bāhar aur sāthiyō̃ sē milnē kā aur mūl bāt hai , apnē baṛō̃ sē milnā .

25We meet one another, we meet other companions and the main thing is, we meet our seniors.

23Yah bhī bahut achchhā milan mēlē kā rūp hō jātā hai . 24Achchhā .

26This is also a very good form of a meeting, of a mela.

25Sabkō bābā aur hamārī mīṭhī mama key|kī yād hai , yahī tō hamārē mukhya ādhār hai , sāthī hai .

27Achcha.Everyone remembers Baba and our sweet Mama. 28They are our main support, our companions.

26Vah sāth bahut achchhā hai .

29That company is very good.

27Ham sabkē dil mē̃ pyār hai tō bāhar bhī milan mēlē kā rūp dikhāī dētā hai .

30We all have love in our hearts. 31Externally too, the form visible is that of a meeting, a mela.

28Achchhā .

32Achcha.

29Ōm śhānti .

33Om shanti.

3031-10-07 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

3431/10/07 Avyakt BapDada 31/10/07

31Āj bāpdādā apnē chārō̃ ōr K|kē śhrēṣhṭh svamāndhārī viśhēṣh bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . 32Har ēk bachchē kā svamān itnā viśhēṣh hai jō viśhva mē̃ kōī bhī ātmā kā nahī̃ hai .

35Staying in the spiritual intoxication of your elevated self-respect, making the impossible possible, become a carefree emperor.

33Āp sabhī viśhva key|kī ātmāō̃ K|kē pūrvaj bhī hō aur pūjya bhī hō .

36Today, BapDada is seeing all His special children from everywhere who have elevated self-respect.

34Sārē sr̥iṣhṭi K|kē vr̥ikṣha key|kī jaṛ mē̃ āp ādhārmūrt hō .

37The self-respect of every child is so special that no other soul in the world has that.

35Sārē viśhva K|kē pūrvaj pahlī rachnā hō .

38For the souls of the world, all of you are ancestors and worthy of worship.

36Bāpdādā har ēk bachchē key|kī viśhēṣhtā kō dēkh khuśh hōtē haĩ .

39You are the images of support in the roots of the tree of the whole world.

37Chāhē chhōṭā bachchā hai , chāhē bujurg mātāyē̃ haĩ , chāhē pravr̥itti vālē haĩ .

40You are the first creation, the ancestors of the whole world. 41BapDada is pleased to see the speciality of every child.

38Har ēk key|kī alag-alag viśhēṣhatāyē̃ haĩ . 39Ājkal kitnē bhī baṛē tē baṛē science-dān haĩ , duniyā K|kē hisāb sē viśhēṣh haĩ lēkin prakr̥itijīt tō banē̃ , chandramā̃ tak bhī pahuñch gayē lēkin itnī chhōṭī see|sī|C jyōti svarūp ātmā kō nahī̃ pahchān saktē . 40Aur yahā̃ chhōṭā sā bachchā bhī maĩ ātmā hū̃ , jyōti bindu kō jāntā hai .

42Whether they are little children, old mothers or householders, each one has their individual speciality. 43Nowadays, no matter how great scientists are, and, according to the world they may be very special, they have conquered matter; they have reached the moon, but they have not been able to recognise such a tiny soul, the form of light, whereas here, even a small child knows, “I am a soul”, and he knows the point of light.

41Phalak sē kahtā hai maĩ ātmā hū̃ .

44He says with intoxication: I am a soul.

42Kitnē bhī baṛē mahātmāyē̃ haĩ aur brāhmaṇ mātāyē̃ haĩ , mātāyē̃ phalak sē kahtī hamnē paramātmā kō pā liyā . 43Pā liyā hai nā  !

45However great the mahatmas may be here there are the Brahmin mothers who speak with spiritual intoxication: we have attained God.

44Aur mahātmāyē̃ kyā kahtē  ?

46You have attained Him, have you not?

45Paramātmā kō pānā bahut muśhkil hai .

47And what do the mahatmas say?

46Pravr̥itti vālē challenge kartē haĩ ki ham sab pravr̥itti mē̃ rahtē , sāth rahtē pavitra rahtē haĩ kyōṅki hamārē bīch mē̃ bāp hai .

48To attain God is very difficult. 49Householders issue a challenge: All of us live together in a household and lead a pure life because we have the Father between us.

47Isliē dōnō̃ sāth rahtē bhī sahaj pavitra rah saktē haĩ kyōṅki pavitratā hamārā svadharm hai .

50This is why even when the two of us are living together we can easily remain pure because purity is our original religion.

48Par dharm muśhkil hōtā hai , sva dharm sahaj hōtā hai .

51To adopt another religion is difficult, but to adopt one’s original religion is easy.

49Aur lōg kyā kahtē  ?

52And what do people say?

50Āg aur kapūs sāth mē̃ rah nahī̃ saktē . 51Baṛā muśhkil hai aur āp sab kyā kahtē  ?

53Fire and cotton wool cannot stay together; it is very difficult, whereas what do all of you say?

52Bahut sahaj hai .

54It is very easy.

53Āp sabkā śhurū śhurū kā ēk gīt thā - kitnē bhī sēṭh , svāmī haĩ lēkin ēk alpha kō nahī̃ jānā hai .

55All of you had a song in the beginning: No matter how much of a businessman or a lord etc. someone may be, he does not know the one Alpha.

54Chhōṭī see|sī|C bindī ātmā kō nahī̃ jānā lēkin āp sabhī bachchō̃ nē jān liyā , pā liyā .

56They don’t know the tiny point of light, the soul. 57However, all of you children have recognised it and also attained it.

55Itnē niśhchay aur phakhur sē bōltē hō , asambhav sambhav hai .

58You speak with so much faith and spiritual intoxication: The impossible is possible.

56Bāpdādā bhī har ēk bachchē kō vijayī ratna dēkh harṣhit hōtē haĩ kyōṅki himmatē bachchē madadē bāp hai .

59BapDada sees each child as a victorious jewel and is pleased because when you children have courage, the Father helps.

57Isliē duniyā liē jō asambhav bātē̃ haĩ vah āpkē liē sahaj aur sambhav hō gaī haĩ .

60This is why things that are impossible for the world have become easy and possible for you.

58Phakhur rahtā hai ki ham paramātmā K|kē direct bachchē haĩ .

61You have the spiritual intoxication that you are the direct children of God.

59Is naśhē K|kē kāraṇ , niśhchay K|kē kāraṇ paramātma bachchē hōnē K|kē kāraṇ māyā sē bhī bachē huē hō .

62Because of this intoxication and faith, because of being God’s children, you are safe from Maya. 63To become a child (bachcha) means to be easily saved (bachna).

60Bachchā bannā arthāt sahaj bach jānā . 61Tō bachchē hō aur sab vighnō̃ sē , samasyāō̃ sē bachē huē hō . 62Tō apnē itnē śhrēṣhṭh svamān kō jāntē hō nā  ! 63Kyō̃ sahaj hai  ?

64All of you are the children and are safe from all obstacles and problems.

64Kyōṅki āp silence key|kī śhakti dvārā , parivartan śhakti kō kārya mē̃ lagātē hō .

65So, you know all this elevated self-respect of yours, do you not? 66Why is it easy?

65Negative kō positive mē̃ parivartan kar lētē hō .

67Because with the power of silence you use the power of transformation.

66Māyā kitnē bhī samasyā K|kē rūp mē̃ ātī hai lēkin āp parivartan key|kī śhakti sē , silence key|kī śhakti sē samasyā kō samādhān svarūp banā dētē hō .

68You transform the negative into positive . 69No matter in how many types of problem Maya comes, with the power of transformation and the power of silence, you change the problem into a form of solution.

67Kāraṇ kō nivāraṇ rūp mē̃ badal dētē hō .

70You change the reason into a solution.

68Hai nā itnī tākat , course bhī karātē hō nā  !

71You have this much power, do you not? 72You also give courses, do you not?

69Negative kō positive karnē key|kī vidhi sikhātē hō .

73You teach them the method to transform the negative into positive .

70Yah parivartan śhakti bāp dvārā varsē mē̃ milī hai .

74You have received this power of transformation as an inheritance from the Father.

71Ēk hī śhakti nahī̃ , sarvśhaktiyā̃ paramātma varsā milā hai , isīliē bāpdādā her|har rōj kahtē haĩ , her|har rōj murlī suntē hō nā  !

75It is not just one power, but you have received all the powers as your Godly inheritance and this is why BapDada speaks to you every day. 76You listen to the murli every day, do you not?

72Tō her|har rōj bāpdādā yahī kahtē - bāp kō yād karō aur varsē kō yād karō .

77So, BapDada tells you every day: Remember the Father and remember the inheritance.

73Bāp kī yād bhī sahaj kyō̃ ātī hai  ?

78Why do you remember the Father so easily?

74Jab varsē key|kī prāpti kō yād kartē tō bāp kī yād prāpti K|kē kāraṇ sahaj ā jātī hai .

79When you remember the attainment of the inheritance, you easily remember the Father because of that attainment. 80Each child has this spiritual intoxication.

75Har ēk bachchē kō yah rūhānī phakhur rahtā hai , dil mē̃ gīt gātē haĩ - pānā thā vō pā liyā .

81In your heart, you sing the song: I have attained that which I wanted to attain. 82This song is naturally playing in everyone’s heart, is it not?

76Sabhī K|kē dil mē̃ yah svataḥ hī gīt bajtā hai nā  !

83You have this spiritual intoxication, do you not?

77Phakhur hai nā  ! 78Jitnā is phakhur mē̃ rahē̃gē tō phakhur key|kī niśhānī hai , bēphikr hōṅgē .

84The extent to which you maintain this spiritual intoxication (fakhur), the sign of it is that you will remain free from worry (befikar).

79Agar kisī bhī prakār kā saṅkalp mē̃ , bōl mē̃ yā sambandh-sampark mē̃ phikar rahtā hai tō phakhur nahī̃ hai .

85If there is any worry in your thoughts, words, relationships or connections there cannot be spiritual intoxication.

80Bāpdādā nē bēphikr bādśhāh banāyā hai .

86BapDada has made you into carefree emperors.

81Bōlō , bēphikr bādśhāh hō  ?

87Speak, are you carefree emperors? 88Are you this?

82Hai , hāth uṭhāō jō bēphikar bādśhāh haĩ  ?

89Those who are carefree emperors, raise your hands!

83Bēphikar ki kabhī kabhī phikar ā jātā hai  ?

90Or, do you sometimes have some worry? 91Do you sometimes worry?

84Achchhā hai .

92It is good.

85Jab bāp bēphikr hai , tō bachchō̃ kō kyā phikar hai .

93Since the Father is carefree, what should the children worry about?

86Bāpdādā nē tō kah diyā hai sab phikra vā kisī bhī prakār kā bōjh hai tō bāpdādā kō dē dō .

94BapDada has already said: Hand over all your worries or any type of burden to BapDada. 95The Father is the Ocean, is He not?

87Bāp sāgar hai nā . 88Tō bōjh sārā samā jāyēgā .

96So, all the burdens will be accommodated in that.

89Kabhī bāpdādā bachchō̃ kā ēk gīt sunkē muskarātā hai .

97Sometimes, BapDada hears one song of the children and is amused. 98Do you know which song that is?

90Patā hai kaun sā gīt  ?

99“What can I do? 100How can I do this?”

91Kyā karē̃ , kaisē karē̃ … kabhī kabhī tō gātē hō .

101Sometimes, you do sing this; BapDada keeps hearing it.

92Bāpdādā tō suntā rahtā hai . 93Lēkin bāpdādā sabhī bachchō̃ kō yahī kahtē haĩ hē mīṭhē bachchē , lāḍlē bachchē sākṣhī-dr̥iṣhṭā K|kē sthiti key|kī seat par set hō jāō aur seat par set hōkē khēl dēkhō , bahut majā āyēgā , vāh  !

102However, BapDada says to all the children: O My sweet children, My beloved children, set yourself on the seat of the stage of a detached observer and watch the games while set on the seat. 103You will really enjoy yourselves very much. 104Or, stabilise yourself in the trikaldarshi (knower of three aspects of time) stage.

94Trikāldarśhī sthiti mē̃ sthit hō jāō .

105It is because you leave your seat that you become upset.

95Seat sē nīchē ātē isliē upset hōtē hō .

106If you remain set, you won’t get upset.

96Set rahō tō upset nahī̃ hōṅgē .

107Three things trouble the children.

97Yah tīn chīzē̃ bachchō̃ kō parēśhān kartī haĩ .

108What are these three things? 109A mischievous mind. 110A wandering intellect.

98Kaun see|sī|C tīn chīzē̃  ?

111What else do you say? 112Old sanskars.

99- chañchal man , bhaṭaktī buddhi aur kyā kahtē haĩ  ?

113On hearing one thing of the children, BapDada is amused. 114Do you know what that is?

100Purānē saṅskār .

115Children say: Baba, what can I do?

101Bāpdādā kō bachchō̃ key|kī ēk bāt sunkē hansī ātī hai , patā hai kaun see|sī|C bāt hai  ? 102Kahtē haĩ bābā kyā karē̃ , mērē purānē saṅskār haĩ nā  !

116These are my old sanskars. 117BapDada smiles. 118Since you yourself are saying, “These are my sanskars,” it means you have made them “mine”, and when they are “mine” there is a right over them.

103Bāpdādā muskarātā hai . 104Jab kah hī rahē hō , mērē saṅskār , tō mērā banāyā hai  ?

119Since you have made the old sanskars belong to you, then that which is yours will take some space, will they not?

105Tō mērē par tō adhikār hōtā hī hai .

120Can Brahmin souls ever say, “my sanskars”?

106Jab purānē saṅskār kō mērā banā diyā , tō mērā tō jagah lēgā nā .

121You have said “They are mine” and so that “mine” has made its own space.

107Kyā yah brāhmaṇ ātmā kah saktī hai mērē saṅskār  ?

122You Brahmins cannot say “they are mine”. 123These are the sanskars of your past life.

108Mērā-mērā kahā hai tō mērē nē apnī jagah banā dī hai .

124They are the sanskars of the shudra life, not of the Brahmin life.

109Āp brāhmaṇ mērā nahī̃ kah saktē . 110Yah past jīvan K|kē saṅskār haĩ .

125So, because you have said “mine, mine” they have settled with that right of belonging to you.

111Śhūdra jīvan K|kē saṅskār haĩ . 112Brāhmaṇ jīvan K|kē nahī̃ hai .

126You know the elevated sanskars of Brahmin life, do you not?

113Tō mērā-mērā kahā hai tō vah bhī mērē adhikār sē baiṭh gayē haĩ .

127However, these sanskars, which you call old sanskars, are not really old.

114Brāhmaṇ jīvan K|kē śhrēṣhṭh saṅskār jāntē hō nā  !

128The oldest of all sanskars of you elevated souls are the original and eternal sanskars.

115Aur yah saṅskār jinkō āp purānē kahtē hō , vah bhī purānē nahī̃ haĩ , āp śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā purānē tē purānā saṅskār anādi aur ādi saṅskār hai .

129These sanskars are the sanskars of the middle period, of the copper age. 130So, now finish the sanskars of the middle period; with the Father’s help it is not difficult. 131However, what happens instead?

116Yah tō dvāpar madhya K|kē saṅskār haĩ . 117Tō madhya K|kē saṅskār kō samāpt kar dēnā , bāp key|kī madad sē kōī muśhkil nahī̃ hai .

132According to the time, the Father is combined with you, and you do know Him to be combined. ‘Combined’ means that He becomes co-operative at a time of need.

118Hōtā kyā hai  ? 119Ki samay par bāp combined hai , usē combined jān , combined kā arth|earth hī hai samay par sahyōgī . 120Lēkin samay par sahyōg na lēnē K|kē kāraṇ madhya K|kē saṅskār mahān ban jātē haĩ . 121Bāpdādā jāntē haĩ ki sabhī bachchē bāp K|kē pyār K|kē pātr haĩ , adhikārī haĩ .

133However, because of your not taking that help at the time of need, the sanskars of the middle period become prominent.

122Bābā jāntē haĩ ki pyār K|kē kāraṇ hī sabhī pahuñch gayē haĩ .

134BapDada knows that all the children are worthy of the Father’s love, that they have a right to it.

123Chāhē vidēśh sē āyē haĩ , chāhē dēśh sē āyē haĩ , lēkin sabhī paramātma pyār key|kī ākarṣhaṇ sē apnē ghar mē̃ pahuñchē haĩ .

135Baba knows that it is because of this love that all of you have arrived here, whether you have come from abroad or from this land. 136However, all of you have reached your home because of the attraction of God’s love.

124Bāpdādā bhī jāntē haĩ pyār mē̃ majority pās|pass haĩ .

137BapDada even knows that in the subject of love the majority of you have passed .

125Vidēśh sē pyār K|kē plain|plane mē̃ pahuñch gayē hō .

138Those from abroad have arrived here in the plane of love.

126Bōlō , sabhī pyār key|kī ḍōr mē̃ bandhē huē yahā̃ pahuñch gayē hō nā  !

139Tell Me, all of you arrived here because of being tied in the string of love, did you not?

127Yah paramātma pyār dil kō ārām dēnē vālā hai .

140This love of God is such that it gives comfort to the heart.

128Achchhā - jō pahlī bār yahā̃ pahuchē haĩ vah hāth uṭhāō .

141Achcha. 142Those who have come here for the first time, raise your hands!

129Hāth hilāō .

143Wave your hands!

130Bhalē padhārē .

144Welcome!

131Abhī samay key|kī samīpatā pramāṇ vardānō̃ kō her|har samay anubhav mē̃ lāō .

145Now, according to the closeness of time, experience the blessings at every moment.

132Anubhav key|kī authority banō .

146Become an authority of experience.

133Jab chāhō tab apnē aśharīrī bannē key|kī , phariśhtā svarūp bannē key|kī exercise kartē rahō .

147Whenever you want, continue to perform the exercise of becoming bodiless, of becoming an angelic form.

134Abhī-abhī brāhmaṇ , abhī-abhī phariśhtā , abhī-abhī aśharīrī , chaltē phirtē , kāmkāj kartē huē bhī ēk minute , dō minute nikāl abhyās karō .

148One moment a Brahmin, one moment an angel, one moment bodiless. 149While walking and moving around, even while doing your work, take one or two minutes to practise this.

135Check karō jō saṅkalp kiyā , vahī svarūp anubhav kiyā  ? 136Achchhā .

150Check: Whatever thought I had, did I experience being that form?

137Chārō̃ ōr K|kē sadā śhrēṣhṭh svamāndhārī , sadā svayã kō parampūjya aur pūrvaj anubhav karnē vālē , sadā apnē kō her|har subject mē̃ anubhavī svarūp banānē vālē , sadā bāp K|kē diltakhta naśhīn , bhr̥ikuṭī K|kē takhtnaśhīn , sadā śhrēṣhṭh sthiti K|kē anubhavō̃ mē̃ sthit rahnē vālē , chārō̃ ōr K|kē sabhī bachchō̃ kō yādpyār aur namastē . 138Sēvā kā turn karnāṭak zone kā hai  : bāpdādā nē karnāṭak vālō̃ kō kām diyā thā , yād hai .

151Achcha. 152To all the children from everywhere who are always in their elevated self-respect, to those who always experience themselves to be supremely worthy of worship and ancestors, to those who always make themselves an embodiment of experience in every subject, to those who are always seated on the Father’s heart-throne and on the throne of the forehead, to those who are always stable in the experience of the elevated stage, to all the children from everywhere, love, remembrance and namaste. 153It is the turn of Karnattak Zone to serve:

139Kyā diyā thā  ! 140Vāris quality nikālē kē liē , yād hai  ?

154BapDada gave those from Karnataka something to do. 155Do you remember what Baba asked you to do?

141Sēvā mē̃ tō number liyā achchhā , abhī itnē vāris nikālō jō number one ā jāō .

156BapDada asked you to make heir-quality souls emerge. 157Do you remember? 158You claimed a good number in service.

142Jō nimitt haĩ vah tō haĩ , nayē nayē nikālō .

159Now, make so many heirs emerge that you claim number one.

143Tō bāpdādā sabhī bachchō̃ kō dēkh khuśh hai .

160Those who are instruments are there already, but now find new ones.

144Āp bhī khuśh hai , bāp bhī khuśh hai .

161BapDada is pleased to see all the children.

145Jitnā āp bāp kō dēkhkar khuśh hōtē haĩ , ussē jyādā bachchō̃ kō dēkh bāp khuśh hōtē haĩ . 146Sēvā kā turn Indore zone kā hai  : yagya sēvā kā golden chance milnā yah bahut baṛā puṇya jamā karnē kā hai her|har kadam yagya sēvā karnā arthāt apnā puṇya jamā karnā .

162You are happy and the Father is happy. 163To whatever extent you are happy to see the Father, the Father is even more pleased to see the children.And also the turn of Indore Zone to serve: To receive a golden chance to serve the yagya is to accumulate a lot of charity. 164To serve the yagya at every step means to accumulate your charity.

147Tō in 10-15 din mē̃ her|har kadam sēvā kiyā tō kitnē padam banē  ? 148Yagya sēvā mahān sēvā hai .

165You did service at every step for these 10 to 15 days and so how many multimillions did you accumulate?

149Aur bāpdādā nē dēkhā hai ki jō bhī zone yah golden chance lētā hai vah bahut sik va pyār sē sēvā kartē haĩ .

166Service of the yagya is great service. 167BapDada has seen that whichever zone takes this golden chance ; they serve with a lot of love from their heart.

150Result very good hōtī hai .

168Their result is very good.

151Tō āp sabkī bhī result achchhī hai aur achchhē tē achchhī rahēgī .

169The result of all of you is also good and it will remain the best of all. 170BapDada speaking to Double foreigners:

152Double vidēśīḥ abhī bāpdādā nē dēkhā hai ki vidēśh mē̃ bhī sēvā kā umaṅg achchhā baṛh rahā hai .

171BapDada has seen that enthusiasm for service is now also increasing in the foreign lands.

153Pahlē kahtē thē vidēśh mē̃ student bannā baṛā muśhkil hai aur abhī kyā hai  ?

172Earlier, you used to tell Baba that it was very difficult for the people abroad to become students.

154Abhī muśhkil hai yā sahaj hai  ?

173And what is it now? 174Now, is it difficult or easy?

155Sahaj hai  ?

175Is it easy?

156Aur bāpdādā kō bahut achchhā lagā ki āpas mē̃ milkar nirvighna banānē kā plan banāyā hai aur nirvighna banānē kā plan bahut vidhi pūrvak nirvighna banāyā hai .

176And BapDada liked very much that all of you together have made a plan to make everything free from obstacles; you have made the plan to make everything free from obstacles very accurately according to the discipline without facing any obstacles.

157Iskī bahut-bahut mubārak hō , padamguṇā mubārak hō .

177Many, many congratulations for that! 178Multimillion times congratulations! 179* * * O M S H A N T I * * *