रविवार 28 अक्टूबर 2018 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> ōm śhānti 28-10-18 ' ' dincharyā ' ' madhuban 1Prāṇēśhvar avyakt bāpdādā K|kē ati snēhī , sadā sachchē aur sāph dil K|kē snēh sē bhōlānāth bāp kō rāzī karnē vālē , sabhī rāzyukt , yōgyukt aur yuktiyukt ban sadā niśhchit bhāvī kō jān , niśhchint sthiti mē̃ rahnē vālē nimitt teachers bahinē̃ tathā sarv brahmaṇ kul bhūṣhaṇ bhāī bahinē̃ , 2Īśhvarīy snēh sampann madhur yād kē sāth āj in advance ānē vālē sabhī utsavō̃ key|kī sabkō bahut-bahut badhāī hō . 3Dhanatēras , dīpāvalī , nayā varṣh , bhaiyā dūj … kitnē sundar yādgār tyōhār bhārat mē̃ sabhī khūb dhūmdhām sē manātē haĩ .

0 Avyakt BapDada Om Shanti 28/10/2018

4Uskī kitnī taiyāriyā̃ kartē , her|har ghar K|kē kōnē-kōnē key|kī saphāī kartē , śhrīlakṣhmī key|kī viśhēṣh pūjā kartē , dīpmālā K|kē sāth-sāth khūb khuśhiyō̃ mē̃ paṭākē ādi jalātē , phir bhāī kī smr̥iti kā tilak dē ēk dō kā mukh mīṭhā karātē … yah sabhī tyōhār anēk ādhyātmik rahasyō̃ kō svayã mē̃ samāyē huē saṅgamyug K|kē hī yādgār haĩ . 5Apnē yagya itihās mē̃ bhī in sabhī tyōhārō̃ kā bahut baṛā mahatva hai .

1> Beloved Avyakt BapDada’s deeply loved instrument teachers who always pleased the innocent Lord, the Father, with the love of your constantly honest and clear heart, to those who are raazyukt, yogyukt and yuktiyukt and always know the fixed destiny and who maintain a carefree stage, and all brothers and sisters who are the decoration of the Brahmin clan, together with Godly love and sweet remembrance and many, many congratulations in advance for the festivals to come.

6Tō sabhī kō in umaṅg-utsāh bharē tyōhārō̃ key|kī badhāī hō . 7Dēkhō , bhāratvāsī bhāī bahinō̃ kē liē pyārē avyakt bāpdādā sē maṅgal milan manānē kā yah pahlā turn hai .

2Dhan Teras, Deepawali, New Year, Bhaiya Duj so many such beautiful festivals that are celebrated with so much splendor in Bharat. (the five days celebrations of Diwali starting from 2 days before Diwali with worshipping money).

8Pahlē double vidēśhī bhāī bahinē̃ khūb refresh hōkar gayē . 9Abhī Indore zone ( kamalā bahan ) , key|kī sēvāōṅkā turn hai . 10Sāth mē̃ anya kaī groups bhī āyē huē haĩ .

3So many preparations are made for that, every corner of every home is cleaned, Shri Lakshmi is especially worshipped, and together with the celebrations of Deepmala, they ignite so many fireworks with such happiness.

11Karīb 16-17 hajār bhāī bahinō̃ kā bahut pyārā saṅgaṭhan hai . 12Pyārē avyakt bāpdādā vatan sē hī direct apnē bachchō̃ kō sarv śhaktiyō̃ , sarv vardānō̃ sē bharpūr kar rahē haĩ .

4Then, giving the tilak of brotherhood, they share sweets with one another – all these festivals are filled with such spiritual significance and are memorials of the confluence age. 5All these festivals have a lot of significance in the history of the yagya.

13Sākār mē̃ avyakt milan key|kī jigyāsā tō her|har bachchē K|kē dil mē̃ sadā rahtī hī hai . 14Lēkin drama key|kī bhāvī , jō abhī tak pyārē bāpdādā kā rath hamārī mīṭhī dādī Gulzār jī ham sabkē bīch madhuban mē̃ nahī̃ pahuñch sakī haĩ .

6So, many many greetings and congratulations filled with zeal and enthusiasm for all of these festivals.Look, this is the first time for the Bharatwasi brothers and sisters to be celebrating a meeting with avyakt BapDada. 7In the first meeting, the double foreigners went away fully refreshed.

15Sabkē yōg key|kī sūkṣhma sakāśh , śhubh bhāvanāōṅkī śhakti dādī jī kō śhīghra hī śhāntivan mē̃ lēkar āyēgī , aisī ham sabkī śhubh āśhāyē̃ haĩ .

8Now, it is the turn of Indore zone (Kamlaben) to serve the group. 9Together with them, many other groups have also come. 10It is a lovely gathering of approx.

16Bākī bāpdādā K|kē avataraṇ din par savērē sē hī sabhī bhāī bahinē̃ avyakt sthiti dvārā avyakt vatan key|kī sair kartē avyakt milan key|kī anubhūtiyā̃ kar rahē haĩ .

1116 – 17 thousand brothers and sisters. 12Beloved avyakt BapDada is making all His children full directly, with all powers and all blessings. 13All children definitely have this desire in their heart to have a meeting with avyakt BapDada in the corporeal form, but such is the destiny of the drama, that until now, beloved BapDada’s chariot, our sweet Dadi Gulzarji has not yet been able to come to Madhuban. 14The subtle sakaash of everyone’s yoga and the power of the good wishes of everyone will quickly bring Dadiji to Shantivan – this is the pure desire of all of us.

17Chārō̃ ōr silence kā bahut achchhā vātāvaraṇ hai . 18Niyam pramāṇ sabhī pyārē avyakt bāpdādā key|kī dr̥iṣhṭi , unkē madhur mahāvākya sabhī video dvārā sun aur dēkh rahē haĩ .

15On BapDada’s day of incarnation, from early morning, all brothers and sisters have been touring the avyakt region with their avyakt stage and having experiences of the avyakt meeting.

19Aisē anubhav hō rahā hai jaisē bāpdādā direct apnē bachchō̃ kō sarv śhaktiyō̃ , sarv vardānō̃ sē bharpūr kar rahē haĩ .

16Everywhere, there is a beautiful atmosphere of silence. 17According to the discipline, everyone takes Avyakt BapDada’s drishti and listens to the elevated versions through the video.

20Bāpdādā K|kē mahāvākya jō ham sabnē video dvārā sunē haĩ vah āpkō bhī bhēj rahē haĩ . 21Class mē̃ sabkō refresh karnā jī .

18It feels as though BapDada is directly filling His children with all powers and all blessings. 19The elevated versions that we all saw and heard through the video are being sent to you.

22Achchhā - sabhī kō yād … ōm śhānti .

20Please refresh everyone with these in class. 21Achcha.

2328-10-18 ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise video 15-11-08 madhuban

22Lots of love and remembrance to all. 23* * * O M S H A N T I * * * 2428/10/2018 Avyakt BapDada Original: 15/11/2008

24' ' sachchī sāph dil sē paramātma snēhī ban her|har prāpti K|kē anubhav key|kī authority banō ' '

25Be loving to God with a true and clean heart and become an authority of the experience of every attainment.

25Āj bāpdādā apnē chārō̃ ōr K|kē apnī sachchī dil , sāph dil K|kē snēh sē bhōlānāth bāpdādā kō apnā banānē vālē bachchē , snēhī bachchē dēkh rahē haĩ .

26Today, BapDada is seeing all His loving children from everywhere who have made BapDada, the Innocent Lord, belong to them with the love of their true heart and clean heart.

26Aisē dil K|kē snēhī bachchō̃ kō dēkh bāpdādā bhī gīt gātē vāh  ! 27Mērē snēhī bachchē vāh  !

27Seeing the children who have such love in their hearts, BapDada sings a song: Wah My loving children!

28Yah paramātma snēh sirph is saṅgam par hī anubhav kar saktē haĩ .

28Wah! 29This Godly love can only be experienced at this confluence age.

29Tō aisē snēhī bachchē jō dil sē bāp kō yād kartē haĩ , vah sadā hī bāp kī yād mē̃ , bāp K|kē diltakhtanaśhīn bantē haĩ .

30The loving children who constantly remember the Father with their heart are always seated on the Father’s heart-throne while in His remembrance.

30Bāpdādā aisē snēhī bachchō̃ kō viśhēṣh amr̥itvēlē kōī na kōī viśhēṣh vardān dētē haĩ kyōṅki snēh dēnē vālē dil K|kē snēhī bachchē bāpdādā kō bhī apnē taraph khīñch lētē haĩ kyōṅki dil kā sachchā snēh hai aur jīvan mē̃ agar snēh nahī̃ tō jīvan mauj mē̃ nahī̃ rahtī .

31Especially at amrit vela, BapDada gives such loving children one special blessing or another because the children who are loving with their hearts and who give that love attract BapDada to them because of the true love in their hearts. 32If there isn’t love in life, there isn’t any pleasure in that life.

31Āp sabhī anubhavī haĩ ki bāp kā niḥsvārth avināśhī snēh har ēk bachchē kō kitnā pyārā hai .

33All of you children are experienced in how much you love the altruistic imperishable love of the Father.

32Tō paramātma snēh is brahmaṇ jīvan kā foundation hai isliē āp sab snēh K|kē pātr aur snēh K|kē anubhavī bachchē haĩ .

34God’s love is the foundation of this Brahmin life. 35This is why all of you children are those who are worthy of this love and who have experienced this love.

33Gyān hai lēkin gyān kē sāth paramātma snēh bhī āvaśhyak hai kyōṅki jahā̃ snēh hai vahā̃ sab kuchh anubhav karnā sahaj hō jātā hai .

36You have knowledge, but, together with knowledge, God’s love is also essential because where there is love it becomes easy to experience everything there.

34Snēh key|kī śhakti bāp K|kē bahut hī najdīk lē ātī hai .

37The power of love brings you very close to the Father.

35Snēh key|kī śhakti sadā aisē anubhav karātī hai jaisē bāp K|kē vardān kā hāth sadā apnē sir par anubhav kartē .

38The power of love always gives you the experience similar to the experience of always having the Father’s hand of blessings on your head.

36Bāp kā snēh sadā hī chhatrachhāyā ban jātā hai .

39Love becomes the Father’s canopy of constant protection.

37Snēhī sadā apnē kō bāp K|kē sāthī samajhtē haĩ .

40Those who are loving always consider themselves to be the Father’s companions.

38Snēhī ātmā sadā ramaṇīk rahtī hai .

41Loving souls are always jovial.

39Sūkhē nahī̃ rahtē , ramaṇīk rahtē haĩ .

42They are not dry; they remain very entertaining, jovial.

40Snēhī ātmā sadā niśhchit aur niśhchint rahtī hai .

43Loving souls always remain firm and carefree.

41Snēhī sadā bāp kō yād karnē mē̃ apnē kō sahaj yōgī anubhav kartē haĩ .

44Loving souls always experience themselves to be easy yogis in remembering the Father.

42Gyān bīj hai lēkin bīj kē sāth snēh pānī hai , agar bīj mē̃ pānī nahī̃ miltā tō phal key|kī prāpti kā anubhav nahī̃ hō saktā .

45Knowledge is the seed and, together with the seed, love is water. 46If the seed doesn’t receive water the attainment of fruit cannot be experienced.

43Gyān K|kē sāth-sāth yah paramātma snēh sadā sarv prāptiyō̃ kā phal anubhav karātā hai .

47Together with knowledge, this Godly love gives you the constant experience of the fruit of all attainments.

44Snēh mē̃ prāptiyō̃ kā anubhav bahut sahaj hōtā hai .

48With love, you can very easily experience attainments.

45Sirph gyān hai lēkin snēh nahī̃ hai tō phir bhī kyō̃ , kyā K|kē questions uṭh saktē haĩ lēkin snēh hai tō sadā snēh K|kē sāgar mē̃ lavlīn rahtē haĩ .

49If there is knowledge but no love, then the questions “Why?” and “What?” can arise, but if there is love, you remain constantly merged in the love of the Ocean of Love.

46Snēhī ātmā kō ēk bāp hī saṅsār hai , sadā śhrīmat kā hāth mastak mē̃ anubhav kartē haĩ .

50For loving souls, the one Father is their world. 51They always experience the hand of shrimat on their forehead.

47Avināśhī snēh sārā kalp snēhī banā dētā hai .

52Imperishable love makes you loving throughout the whole cycle.

48Tō har ēk apnē āpkō check karō ki sadā dil K|kē snēh K|kē anubhavī haĩ  ?

53So, each one of you should check yourself: Am I always experiencing love from the heart?

49Snēh K|kē bīch mē̃ kōī leakage tō nahī̃ hai  ?

54Or, there isn’t any leakage of love in between, is there?

50Agar kōī bhī ātmā key|kī taraph prabhāvit haĩ - chāhē unkī viśhēṣhtā par , chāhē viśhēṣh guṇ par prabhāvit haĩ tō paramātma pyārakē andar avināśhī kē badlē leakage hō jātā hai .

55If you are impressed by any souls, either by their specialities or any particular virtue, then, instead of experiencing God’s love to be imperishable, there is a leakage. 56Therefore, each one of you should check yourself.

51Isliē har ēk apnē āpkō check karē ki sadā K|kē snēhī , sadā bāp K|kē sāthī , sadā bāp K|kē vardān kā hāth māthē par anubhav hōtā hai yā kōī leakage hai jis kāraṇ yah anubhav nahī̃ kar saktē  ?

57Those who have a leakage cannot have the experience of being constantly loving, being the Father’s constant companion or having the Father’s hand of blessings constantly on their head.

52Gyānī tū ātmā bāp kō priya haĩ lēkin gyān K|kē sāth-sāth sachchī dil , avināśhī bāp kā snēh āvaśhyak hai .

58This is why, although knowledgeable souls are loved, together with knowledge, it is essential to have a true heart and imperishable love for the Father.

53Agar gyān kē sāth , sachchī dil sāph dil kā snēh thōṛā bhī cum|kam hai tō kahā̃-kahā̃ mēhnat karnī paṛtī hai . 54Puruṣhārth mē̃ yuddha karnī paṛtī hai .

59If, together with knowledge, there is even a little less love for the Father, if the love of a true heart and a clean heart is even a little bit less, you sometimes have to labour.

55Isliē nirantar yād , nirantar lav|love mē̃ līn hōnē vālī ātmā sadā hī pahāṛ kō bhī rāī banānē vālī hōtī hai kyōṅki snēh mē̃ prāptiyā̃ spaṣhṭ anubhav hōtī haĩ aur jahā̃ muhabbat hai vahā̃ mēhnat cum|kam , agar muhabbat athavā snēh cum|kam tō mēhnat lagtī hai .

60You then have to battle with your effort. 61This is why a soul who has constant remembrance and is always merged in love is one who makes a mountain into a mustard seed. 62Because of love, the attainments are experienced very clearly and, where there is love there is less effort. 63If there is less love, then everything feels like hard work.

56Tō bāpdādā āj chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō sachchī dil sē bāp K|kē snēhī , mēhnat sē mukt sadā hī snēh K|kē sāgar mē̃ samāyē huē kahā̃ tak haĩ , vah check kar rahē thē .

64Today, BapDada was checking to see to what extent all the children from everywhere were loving to the Father with a true heart, free from effort and always merged in the Ocean of Love.

57Gyān bīj hai lēkin bīj kō snēh kā pānī āvaśhyak hai .

65Knowledge is the seed, but it is essential to give the seed the water of love.

58Nahī̃ tō sahaj phal , prāptiyō̃ kā phal , anubhavō̃ kā phal cum|kam anubhav hōtā .

66Otherwise, the easy fruit - the fruit of attainment and the fruit of experiences - are not experienced so much.

59Tō ājkal bāpdādā her|har bachchē 1 kō , her|har prāpti K|kē anubhavī mūrt dēkhnē chāhtē haĩ .

67So, nowadays, BapDada wants to see every child as an image of the experience of all attainments.

60Apnē āpkō check karō her|har śhakti kā , her|har prāpti kā , her|har guṇ kā anubhav hai  ?

68Check yourself: Do I have the experience of every power, every attainment and every virtue?

61Agar anubhav key|kī authority hai tō kōī bhī paristhiti anubhav key|kī authority kē āgē kuchh bhī prabhāv nahī̃ ḍāl saktī .

69If you are an authority of experience, then no situation can influence in any way one who is an authority of experience.

62Sabhī bachchē jāntē haĩ , gyān key|kī samajh sē maĩ ātmā hū̃ , jāntē bhī haĩ , bōltē bhī hai lēkin chaltē phirtē her|har samay ātmā svarūp key|kī anubhūti hai  ?

70With the understanding of knowledge, all of you children know “I am a soul”. 71You know this and you speak about it, but, while walking and moving along, do you have the experience of the form of a soul at every moment?

63Gyān key|kī her|har pvā̃iṭ anubhav kar rahē haĩ  ?

72Are you experiencing every point of knowledge?

64Anubhavī mūrt kabhī bhī kisī bhī paristhiti mē̃ achal aḍōl rahtē haĩ .

73Those who are images of experience remain constantly unshakeable and immovable in all situations.

65Halchal mē̃ nahī̃ ātē kyōṅki authorities tō bahut haĩ lēkin sabsē baṛē mē̃ baṛī authority anubhav hai .

74They do not come into upheaval because they have many authorities, but the greatest authority of all is the authority of experience.

66Agar anubhav key|kī authority hai tō her|har śhakti , her|har gyān key|kī point , her|har guṇ apnē order mē̃ hōṅgē .

75If you have the authority of experience, then every power, every point of knowledge and every virtue would be under your orders.

67Āhvān karō jis samay jis śhakti kā vō second mē̃ sahyōgī banēgī .

76Whichever power you invoke, that power will co-operate with you in one second.

68Agar anubhav key|kī authority cum|kam hai tō mēhnat karnī paṛtī hai .

77If you lack the authority of experience, you will have to work hard.

69Anubhavī master sarvśhaktivān hai .

78Someone who is experienced is a master almighty authority.

70Tō master order karē aur śhakti samay par kām mē̃ nahī̃ āvē , mēhnat karnī paṛē , samay lagānā paṛē tō master sarvśhaktivān kaisē huē  !

79If a master gives an order and that power doesn’t arrive on time, if you have to labour and it takes time, then how can you be a master almighty authority?

71Tō her|har subject , gyān key|kī her|har point kā anubhavī hū̃ , yād kī śhakti kā aisā anubhav hai jō ēk second mē̃ mērā bābā , mīṭhā bābā yād kiyā aur samā gayē  ?

80So, am I experienced in every subject, in every point of knowledge and in the power of remembrance. 81Do I have the experience of becoming lost in the experience of “My Baba, sweet Baba” in one second as soon as I remember Baba?

72Jis samay jō dhārṇā āvaśhyak hai us samay vah dhārṇā kārya mē̃ lagā saktē haĩ ki kārya samāpt hō jāē phir sōch mē̃ āvē , iskō anubhav K|kē authority mūrt nahī̃ kahē̃gē .

82Am I able to use the dharna that is necessary at a particular time? 83If you think of something after the task is completed, that cannot be called being an image who is an authority of experience.

73Mālik śhaktivān hai tō her|har śhakti , her|har guṇ order mē̃ hai  ?

84If the master has all powers, then, is every power and every virtue under your orders?

74Tō har ēk apnē āpkō dēkhō ki anubhav key|kī authority K|kē takht par vā seat par sadā rahtē haĩ  ?

85So, each one of you has to check yourself: Do I always remain on the throne or the seat of the authority of experience?

75Anubhav key|kī seat par set rahnē vālē arthāt saṅkalp kiyā aur huā , mēhnat nahī̃ karnī paṛēgī .

86To remain set on the seat of experience means that as soon as you have a thought it happens and you don’t need to make effort.

76Samay nahī̃ lagānā paṛēgā .

87You don’t need to take any time over it.

77Her|har śhrīmat sē jīvan natural sahaj sampann hōgā kyōṅki pahlē sunāyā ki bāpdādā bhī sachchī dil sāph dil par , snēhī ātmā par , lavlīn ātmā par hāzir hō jātē haĩ .

88By following every shrimat, your life will easily and naturally become complete because you were told earlier too that when you have a true heart and a clean heart BapDada also becomes present in front of such loving souls, souls who are merged in love.

78Jō her|har śhrīmat par hājir hōtā hai tō bāp bhī kahtē haĩ maĩ bhī hazūr hājir hū̃ .

89When you are ‘present’ to follow every shrimat, the Father then says: “I, the Lord, am also always present.”

79Āp jī hazūr karō tō hazūr sadā hājir hai .

90When you say, “Yes, my Lord”, then the Lord is always present.

80Sahaj yād tō brahmaṇ jīvan kā natural guṇ hai . 81Tō sabhī jō pahlī bār bhī āyē haĩ yā bahutkāl sē bāp K|kē ban gayē haĩ , tō her|har śhakti , her|har guṇ natural nature banī hai  ? 82Jaisē har ēk mē̃ kōī na kōī nature natural hōtī hai . 83Jō kabhī-kabhī kōī-kōī bachchē , kuchh bhī hō jātā hai , jō brahmaṇ jīvan K|kē yōgya nahī̃ hai tō kyā kahtē haĩ  ?

91Easy remembrance is the natural quality of Brahmin life.

84Mērā bhāv nahī̃ thā lēkin nature hai . 85Jaisē vah kamjōr nature , natural hō gaī hai , aisē her|har śhakti brahmaṇ ātmā key|kī natural nature hai .

92All of those who have either come here for the first time, and those who have belonged to the Father for a long time: has every power and every virtue become your natural nature?

86Yah jō kamjōr nature banī hai vah tō dēh-abhimān key|kī niśhānī hai .

93Each one has one or another form of nature in a natural way.

87Tō samjhā gyānī tū ātmā kē sāth bāp sē dil kā snēh sab sahaj kar dētā hai .

94Sometimes, whenever some of you children do something that is not worthy of Brahmin life, what do you say?

88Snēh bhī brahmaṇ jīvan mē̃ sahyōg dētā hai aur snēh yād muśhkil nahī̃ karātā , bhūlnā muśhkil hōtā hai .

95That wasn’t my intention, but that is my nature. 96Just as that weak nature has become natural, in the same way, every power is the natural nature of a Brahmin soul.

89Snēhī kō bhūlnā muśhkil hōtā hai , yād karnā nature hōtī hai .

97The weak nature that is created is a sign of body consciousness. 98So, do you understand?

90Tō bāpdādā vartamān samay āp ēk-ēk bachchē kō abhī kis rūp mē̃ dēkhnē chāhtē haĩ  ?

99Together with being a knowledgeable soul, love for the Father in your heart makes everything easy. 100Love helps in Brahmin life.

91Kyōṅki samay key|kī raphlātār achānak K|kē khēl dikhā rahī hai , isliē bāpdādā her|har bachchē kō bāp samān dēkhnē chāhtē haĩ .

101Love doesn’t make remembrance difficult, but love makes it difficult to forget. 102It is difficult to forget someone you love; it becomes your nature to remember that one. 103At present, in what form does BapDada wish to see each of you children? 104The speed of time is showing the games of ‘suddenly’ and this is why BapDada wants to see every child as being equal to the Father.

92Her|har bachchē key|kī sūrat mē̃ bāp key|kī mūrt pratyakṣha hō .

105The Father’s image should be visible on the face of every child.

93Her|har bachchē K|kē nayanō̃ mē̃ rūhāniyat kā naśhā hō .

106In the eyes of every child, there should be the intoxication of spirituality.

94Her|har chēhrē par sarv prāptiyō̃ key|kī muskarāhaṭ hō , her|har chalan mē̃ niśhchay kā naśhā hō .

107On every face, there should be the smile of all attainments. 108In your every activity, there should be the intoxication of faith.

95Sabhī ānē vālē niśhchaybuddhi haĩ nā  !

109All of you who have come here have faith in the intellect, do you not?

96Niśhchaybuddhi haĩ , hāth uṭhāō .

110Do you have faith in the intellect? 111Then, raise your hands!

97Achchhā .

112Achcha.

98Mubārak hō .

113Congratulations.

99Lēkin niśhchay buddhi key|kī niśhānī kyā gāī jātī hai  ?

114What is the sign that is remembered of one who has faith in the intellect?

100Niśhchaybuddhi kē pīchhē kyā kahā jātā hai  ?

115What do you say that is connected with faith in the intellect?

101Niśhchaybuddhi kyā  ?

116What else with faith in the intellect?

102Vijayī .

117Victorious!

103Niśhchaybuddhi key|kī niśhānī vijayī .

118The sign of one with faith in the intellect is that that one is victorious.

104Tō sadā niśhchaybuddhi key|kī niśhānī kyā huī  ?

119So, what is the sign of those who constantly have faith in the intellect?

105Sadā vijayī vā kabhī-kabhī vijayī  ?

120Constantly victorious or victorious only sometimes?

106Sadā vijayī hōgā nā  !

121They would be constantly victorious, would they not?

107Tō abhī samay pramāṇ niśhchaybuddhi kā pratyakṣha pramāṇ sadā vijayī ātmā , kōśhiśh śhabda nahī̃ , chāhtā tō hū̃ , kōśhiśh tō kartā hū̃ , hōnā tō chāhiē . . . nahī̃ , uskē mukh sē sadā vijay kā pratyakṣha pramāṇ dikhāī dē .

122So, now according to the time, the practical proof of having faith in the intellect is to be a constantly victorious soul. 123There shouldn’t now be the word ‘try’. 124“I want that…, I am trying…, It should happen….”, but instead, the practical proof of constant victory should be visible on your face.

108Āj pahlī bārī kaun āyē haĩ vah khaṛē hō jāō .

125Those who have come here for the first time, stand up!

109Achchhā , ādhā class tō pahlē bārī kā hai , bahut achchhā , baiṭh jāō .

126Half the class is those who have come for the first time. 127Very good.

110Phir bhī bāpdādā khuśh hōtē haĩ ki lēṭakā board tō lag gayā hai lēkin toolate kā nahī̃ lagā hai .

128Sit down! 129Nevertheless, BapDada is pleased that although the board of ‘late’ has been put up, the board of ‘too late’ has not yet been put up.

111Isliē āyē pīchhē haĩ lēkin tīvr puruṣhārthī ban āgē jānā hai .

130Therefore, although you have come late, become intense effort-makers and go ahead.

112Agar is saṅgam K|kē samay kō ēk-ēk second saphal karē̃gē tō saphaltā āpkā janm siddha adhikār hai lēkin attention please , second bhī vyarth na jāyē .

131If you use every second of the confluence age in a worthwhile way then success is your birthright, but attention please! 132Not even a second should be wasted.

113Attention kō bhī underline karkē chalnā paṛē .

133You will have to move along by underlining ‘attention’.

114Aisē umaṅg hai , jō pahlē bārī ānē vālē haĩ vah himmat rakhtē haĩ ki ham āgē jāyēṅgē  ?

134Do you have such enthusiasm? 135Do those of you who have come for the first time have the courage that you will go ahead?

115Vah hāth uṭhāō .

136Then raise your hands!

116T . V|we . mē̃ dikhā lō , hisāb-kitāb pūchhē̃gē .

137Show it on the TV, then Baba will ask for their account.

117Phir bhī bāpdādā āp sabhī kē ūpar yahī śhubh saṅkalp rakhtē haĩ ki pīchhē ātē bhī āgē jākar dikhāyēṅgē .

138BapDada has this pure thought for all of you that although you have come late, you will show everyone by coming in the front.

118Dikhāyēṅgē nā  !

139You will show that, will you not?

119Jitnē sārē uṭhē utnē tālī bajāō .

140All of those who stood up, all of you can applaud.

120Achchhā umaṅg hai , umaṅg mē̃ hī chaltē rahnā .

141Good. 142You have enthusiasm and will continue to move along with that enthusiasm.

121Achchhā . 122Indore vālē uṭhō , hāth hilāō .

143Those from Indore, stand up and wave your hands!

123Indore service tō kar rahē haĩ lēkin aisē sāthī nikālō jō āpkē madadgār hōkē sadā āpkē sāth sēvā kā part bajātē rahē .

144Indore is doing service, but now make such souls emerge who can become your helpers and always also continue to play a part in service with you.

124Bīch-bīch mē̃ sahyōgī bantē haĩ , sēvā mē̃ sāthī bhī bantē haĩ , lēkin sadā K|kē sāthī taiyār karō , jissē āpkē sāthī bankar jaldī-jaldī sabkō sandēśh dē sakē̃ .

145Every now and again they become co-operative, they become your companions in service, but now prepare those who can be your companions for all time and quickly give everyone the message. 146BapDada is pleased that there is growth, but now increase the speed of this method.

125Bākī bāpdādā khuśh hai , vr̥iddhi bhī kar rahē haĩ lēkin vidhi kō aur thōṛā fast karō .

147New souls are now increasing in number, and BapDada is pleased to see this, but now increase the speed.

126Naī naī ātmāyē̃ baṛh bhī rahī haĩ yah dēkhkar bābā khuśh bhī hōtē haĩ lēkin raphlātār abhī aur tēj karō , sva puruṣhārth aur sēvā kā puruṣhārth aur tīvr gati mē̃ lāō . 127Achchhā . 128Abhī ēk second mē̃ apnē man K|kē , buddhi K|kē mālik ban , man buddhi kō paramdhām mē̃ ēkāgr kar saktē hō  ? 129Abhī ēk minute bāpdādā dēkhnē chāhtē haĩ sabhī ēkāgr hō paramdhām nivāsī ban jāō .

148Increase the speed of effort of the self and effort for service.

130 ( drill )

149Now, in one second, can you be the master of your mind and intellect and make your mind and intellect concentrate on Paramdham? 150Now, for one minute, BapDada wants to see you all concentrate and become residents of Paramdham. (drill).

131Aisī practice samay par bahut kām mē̃ āyēgī .

151Such practice will be very useful at the right time.

132Abhī nāzuk samay najdīk ā rahā hai isliē yah ēkāgratā kā abhyās bahut-bahut-bahut āvaśhyak hai .

152Delicate times are now coming closer and, therefore, the practice of concentration is very, very, very essential.

133Iskō halkā nahī̃ karnā .

153Do not become loose in this.

134Ēk second mē̃ kyā sē kyā hō jāyēgā isliē bāpdādā pahlē sē hī iśhārā dē rahā hai . 135Achchhā .

154Anything can happen in one second and this is why BapDada is giving you a signal in advance.

136Chārō̃ ōr K|kē tīvr puruṣhārthī ātmāōṅkō sadā sachchī dil K|kē bāp K|kē snēhī dilārām K|kē bachchō̃ kō sadā svayã aur sēvā mē̃ āgē sē āgē uṛnē vālē uṛtī kalā K|kē bachchō̃ kō , sadā amr̥itvēlē sē rāt tak her|har śhrīmat kō jīvan mē̃ lānē vālē bāp samān bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār , dil K|kē vardān svīkār hō , sāth sāth bāpdādā key|kī dēśh vidēśh K|kē sabhī bachchō̃ kō dil mē̃ samātē huē namastē .

155Achcha. 156To all the intense effort-making souls from everywhere, to the children of the Comforter of Hearts who are loving to the Father with a true heart, to the children who are flying in the flying stage constantly ahead of all, by themselves and in service, to the children who are equal to the Father and who always follow every shrimat from amrit vela till night-time in their life, please accept BapDada’s love, remembrance and blessings from the heart. 157Together with that, while merging all the children from this land and abroad in His heart, BapDada’s namaste. 158* * * O M S H A N T I * * *