रविवार 15 दिसंबर 2019 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 15-12-19 ōm śhānti ' ' dincharyā ' ' madhuban
0 Avyakt BapDada Om Shanti 15/12/2019
1Prāṇapyārē avyakt bāpdādā K|kē ati snēhī , sadā śhrēṣhṭh svamān mē̃ sthit rah , anubhavī svarūp ban anubhav key|kī authority kō kārya mē̃ lagānē vālī nimitt teachers bahinē̃ tathā dēśh vidēśh K|kē sarv brahmaṇ kul bhūṣhaṇ bhāī bahinē̃ , 2Īśhvarīy snēh sampann madhur yād svīkār karnā jī . 3Bād samāchār - bāpdādā K|kē is turn mē̃ rājasthān , gujarāt tathā eastern zone K|kē bhāī bahinē̃ kāphī saṅkhyā mē̃ pahuñchē huē haĩ .
1> Beloved Avyakt BapDada’s deeply loving instrument teachers, all Brahmin brothers and sisters who are the decoration of the Brahmin clan, ones who always remain stable in their elevated self- respect, ones who become the embodiment of experience and become an authority of experience, please accept love-filled sweet remembrances. 2For this turn of BapDada’s season, large numbers of brothers and sisters have arrived from Rajasthan, Gujarat and the Eastern Zone.
4Sēvāō̃ kā part rājasthān K|kē bhāī bahinō̃ kō milā hai .
3Brothers and sisters of Rajasthan have received the part of service.
5Bāpdādā tō her|har bachchē K|kē bhāgya key|kī mahimā gātē haĩ .
4BapDada always sings songs of praise of the children’s fortune.
6Bābā kahtē bachchē āp brahmaṇ sārē saṅsār mē̃ viśhēṣh ātmāyē̃ hō , jinhōnnē gupta rūp mē̃ āyē huē bhagvan kō pahchān liyā .
5Baba says: Children, you Brahmins are special souls in the whole world because you have recognized God who has come in an incognito form. 6You experience His divine powers.
7Unkī divya śhaktiyō̃ kā anubhav kartē hō . 8Ḍrāmānusār bāpdādā kā yah alaukik nyārā pyārā milan mēlā bhī sabkō bahut ākarṣhit kar rahā hai , nayē purānē hajārō̃ key|kī saṅkhyā mē̃ bhāī bahinē̃ apnē madhuban ghar mē̃ pahuñch rahē haĩ .
7According to the drama, this alokik, loving and detached mela of meeting BapDada attracts everyone a great deal. 8Thousands of new and old brothers and sisters are have reached the home of Madhuban. 9Dadi Janki celebrates a meeting with all of them every evening, conducting yoga and class.
9Dādī jānkī jī rōz śhām K|kē samay viśhēṣh yōg aur class karātē huē sabhī sē milan manātī haĩ .
10They all also receive very deep classes of dharna from the senior brothers and sisters. 11Everyone goes back being fully refreshed.
10Anya variṣhṭh bhāī bahinō̃ key|kī bhī bahut guhya dhāraṇāyukta classes miltī haĩ .
12On the day of BapDada’s incarnation, the atmosphere of Madhuban is especially attractive.
11Sabhī khūb refresh hōkar jātē haĩ . 12Bāpdādā K|kē avataraṇ din par madhuban kā vāyumaṇḍal bhī viśhēṣh ākarṣhaṇ vālā hōtā .
13Everyone begins to invoke BapDada from amrit vela and continue to tour around the subtle regions. 14Everyone has this deep desire to celebrate an avyakt meeting with BapDada.
13Sabhī amr̥itvēlē sē hī pyārē bāpdādā kā āhvān kartē , avyakt vatan key|kī sair kartē haĩ .
15BapDada fulfils all the children’s desires and everyone has very beautiful experiences.
14Sabkē andar yahī lagan rahtī hai ki hamē̃ tō bāpdādā sē avyakt milan manānā hī hai .
16Together with concentration, everyone has new, new alokik experiences in such a big gathering.
15Bāpdādā bachchō̃ key|kī her|har āśh pūrī bhī kartē haĩ .
17The atmosphere is very peaceful and full of happiness.
16Sabhī kō bahut sundar anubhav hō jātē haĩ .
18All of you will also come in your own turns have be refreshed a lot. 19Achcha.
17Ēkāgratā kē sāth itnē baṛē saṅgaṭhan mē̃ bhī har ēk naī naī alaukik anubhūtiyā̃ kartē haĩ . 18Baṛā śhānt , khuśhnumā vātāvaraṇ rahtā hai . 19Āp sabhī bhī apnē group mē̃ ākar khūb refresh hōṅgē hī . 20Achchhā - sabhī kō bahut-bahut yād …
20Lots of love and remembrance to all.
2115-12-19 ōm śhānti video dvārā revise - 30-1-10 madhuban
2115/12/2019 Avyakt BapDada 30/01/2010
22' ' chārō̃ hī subject mē̃ svamān K|kē anubhavī svarūp ban anubhav key|kī authority kō kārya mē̃ lagāō ' ' 23Āj brahmaṇ saṅsār K|kē rachayitā bāpdādā apnē chārō̃ ōr K|kē brahmaṇ saṅsār kō dēkh rahē haĩ .
22Be an embodiment of the experience of self-respect in all four subjects and use the authority of experience. 23Today, BapDada, the Creator of the Brahmin world is seeing His Brahmin world everywhere.
24Har ēk brahmaṇ sārē saṅsār mē̃ viśhēṣh ātmā hai .
24Each Brahmin is a special soul in the whole Brahmin world.
25Kōṭō̃ mē̃ kōī hai kyōṅki sādhāraṇ tan mē̃ āyē huē bāp kō pahchān liyā .
25You are one out of multimillions because you have recognised the Father who has come in an ordinary body.
26Bāpdādā bhī dil mē̃ samānē vālē bachchō̃ kō dil sē dil kā pyār dē rahē haĩ .
26BapDada is giving love from His heart to the children who have merged Him in their heart.
27Har ēk bachchā apnē kō aisē bāp kā pyārā , dil mē̃ bāp kō samāyā huā anubhav kartē haĩ !
27Each child is experiencing himself to be loved by such a Father and is experiencing the Father to be merged in his or her heart.
28Bāp kē liē her|har bachchā ati pyārā sarv kā pyārā hai .
28For the Father, every child is extremely lovely and loved by all.
29Āp sabhī bachchō̃ kā sarv ātmāōṅkē prati challenge hai ki ham yōgī jīvan vālē haĩ . 30Sirph yōg lagānē vālē nahī̃ lēkin yōgī jīvan vālē haĩ .
29All of you children have issued a challenge to all souls that you are those who have a yogi life: that you are not those who just have yoga, but you are those who have a yogi life.
31Jīvan dō chār ghaṇṭē key|kī nahī̃ hōtī .
30A life is not just for two to four hours; a life is for all time.
32Jīvan sadākāl kē liē hōtī hai . 33Tō chaltē phirtē karma kartē yōgī jīvan vālē nirantar yōgī haĩ .
31So, while walking and moving around and performing actions, you are constant yogis who have a yogi life.
34Chāhē yōg mē̃ baiṭhtē , chāhē kōī bhī karma kartē karmayōgī haĩ .
32Whether you are sitting in yoga or doing any other work, you are karma yogis.
35Jīvan kā lakṣhya hī hai sadā yōgī .
33The aim of your life is to be constant yogis.
36Aisē apnī yōgī jīvan , natural jīvan anubhav kartē hō ?
34Do you experience your yogi life to be a natural life?
37Bāpdādā her|har bachchē K|kē mastak mē̃ chamaktā huā bhāgya dēkhtē haĩ .
35BapDada is seeing the sparkling fortune on the forehead of each child. 36What is He seeing?
38Kyā dēkhtē haĩ ? 39Mērā her|har bachchā svamāndhārī , svarājya adhikārī hai .
37Each child of Mine is one who has self-respect and is a self-sovereign, a master of the self.
40Kyō̃ ?
38Why?
41Jahā̃ svamān hai vahā̃ dēhbhān ā nahī̃ saktā .
39Where there is self-respect, there cannot be body consciousness.
42Ādi sē ant tak , ab tak bāpdādā nē har ēk bachchē kō bhinn-bhinn svamān diyē haĩ .
40From the beginning to the end, until now, BapDada has given every child different types of self-respect.
43Agar abhī bhī svamānō̃ kō yād karō aur ēk-ēk svamān key|kī mālā phērtē jāō tō anēk svamān svarūp ban , svamān mē̃ lavlīn hō jāyēṅgē .
41If you were to remember your self-respect now and continue to turn the beads of each point of self-respect, you would become an embodiment of many types of self-respect and become absorbed in that self-respect.
44Lēkin bāpdādā kō ēk bāt bachchō̃ key|kī ab tak bhī achchhī nahī̃ lagtī , vah jāntē hō kaun see|sī|C ?
42However, even now, BapDada doesn’t like one thing about the children. 43Do you know what that is?
45Jab kōī bhī bachchā kahtā hai ki hamē̃ svamān mē̃ sthit hōnē mē̃ kabhī-kabhī mēhnat lagtī hai , chāhtē haĩ lēkin kabhī-kabhī mēhnat lagtī hai tō sarvśhaktivān bāp bachchō̃ key|kī mēhnat nahī̃ dēkh saktē kyōṅki jahā̃ mōhabbat hōtī hai vahā̃ mēhnat nahī̃ hōtī hai .
44When some children say that they sometimes have to labour to stabilise themselves in their self-respect, that they want to do this, but that it sometimes takes them effort, then the Father cannot bear to see the effort of the almighty authority children because where there is love, there is no labour.
46Jahā̃ mēhnat hai vahā̃ mōhabbat mē̃ kamī hai .
45Where there is labour, there is a lack of love.
47Tō āj amr̥itvēlē bāpdādā nē chārō̃ ōr K|kē brahmaṇō̃ kē pās chāhē dēśh , chāhē vidēśh mē̃ chakkar lagāyā tō kyā dēkhā ?
46Today, at amrit vela, BapDada toured around all the Brahmins everywhere in this land and abroad, and what did He see?
48Kōī-kōī bachchē svamān mē̃ baiṭhē haĩ , sōch rahē haĩ ki maĩ bāpdādā K|kē diltakhta naśhīn hū̃ , sōch bhī rahē haĩ , svamān mē̃ sthit hōnē kā puruṣhārth bhī kar rahē haĩ lēkin kamī kyā dēkhī ?
47Some children were sitting in their self-respect, they were thinking that they were seated on BapDada’s heart-throne, they were thinking this, they were making effort to stabilise themselves in this self- respect, but what was the weakness that Baba saw?
49Svamān yād hai , sōch rahē haĩ , lēkin svamān svarūp ban , anubhavī mūrt ban anubhav K|kē authority svarūp bannē mē̃ kamī dikhāī dī kyōṅki authority tō bahut hai 2 lēkin sabsē baṛī authority anubhav key|kī authority hai aur yah svamān key|kī anubhūti almighty authority nē dī hai .
48They remembered the self-respect, they were thinking about it, but the weakness visible was in being an embodiment of self-respect, in being an image of experience and in being an embodiment of the authority of experience. 49There are many authorities, but the greatest authority is the authority of experience and the Almighty Authority has given you the experience of self-respect.
50Tō mēhnat kar rahā hai lēkin anubhav svarūp nahī̃ banā .
50So they were making effort but they did not become embodiments of experience.
51Tō bāpdādā nē yah dēkhā ki baiṭhtē haĩ , sōchtē bhī haĩ lēkin anubhav svarūp kōī-kōī haĩ .
51BapDada saw that while children sit, they even think about this, but only some are embodiments of experience.
52Anubhav mē̃ kisī bhī prakār kā dēh abhimān jarā bhī apnē taraph khīñch nahī̃ saktā .
52In that experience, not even the slightest body consciousness of any type can pull you towards itself.
53Tō anubhav svarūp ban jānā , karma kartē bhī karmayōgī K|kē anubhav svarūp mē̃ khō jānā , iskī abhī aur āvaśhyaktā hai .
53So, to become an embodiment of experience, to become lost in the experience of being a karma yogi while performing action is now a lot more essential.
54Svarūp mē̃ sthit hō jānā , her|har bāt mē̃ , her|har subject mē̃ anubhavī svarūp bannā , chāhē gyān , yōg , dhārṇā aur sēvā , chār hī subject mē̃ anubhav svarūp bannā .
54Become an embodiment. 55In every situation, in every subject, become an embodiment of experience – whether it is knowledge, yoga, dharna or service, become an embodiment of experience in all four subjects.
55Anubhavī kō māyā bhī hilā nahī̃ saktī isliē bāpdādā āj sabhī bachchō̃ kō anubhavī svarūp mē̃ dēkhnē chāhtē haĩ .
56Even Maya cannot shake someone who is experienced and this is why, today, BapDada wants to see all the children as embodiments of experience.
56Sunnē aur sōchnē mē̃ phark hai lēkin anubhavī svarūp bannā , jō sōchā , jis svamān mē̃ sthit rahnē cāāhē uskē anubhav svarūp mē̃ sthit hō jāē̃ .
57There is a difference between hearing and thinking about it, and in being an embodiment of the experience: whatever you think, whatever self-respect you want to stabilise yourself in, become stable in being the embodiment of that experience.
57Anubhavī kō kōī bhī hilā nahī̃ saktā kyōṅki svamān aur dēhbhān , jahā̃ svamān svarūp hai , svamān K|kē anubhav mē̃ sthit hai vahā̃ dēh bhān ā nahī̃ saktā .
58No one can shake that experience because it is self-respect (swa-maan). 59When you are an embodiment of self-respect and are stable in the experience of self-respect, there cannot be any body consciousness there.
58Jaisē dēkhō andhkār hai lēkin āp rōśhnī kā switch on karō tō andhkār automatically gāyab hō jātā .
60For instance, when there is darkness, if you switch on the light, the darkness automatically disappears; you don’t have to make any effort to remove the darkness or to chase it away.
59Andhkār kō miṭānē mē̃ , andhkār kō bhagānē mē̃ mēhnat nahī̃ karnī paṛtī .
61Similarly, when seated on the seat of self-respect, the switch of experience is on, so no type of body consciousness can exist there.
60Aisē hī jab svamān K|kē seat par anubhav kā switch on hōtā tō kisī bhī prakār kā dēhbhān , bhinn-bhinn prakār K|kē dēh bhān bhī haĩ aur bhinn-bhinn prakār K|kē bāp nē svamān bhī diyē haĩ .
62There are different types of body consciousness and the Father has also given different types of self-respect. 63You know about self-respect, you make effort for it, but there is a difference between trying to make effort for that experience and in being an embodiment of that experience.
61Svamān kō jāntē haĩ , puruṣhārth bhī kartē haĩ lēkin anubhav kā puruṣhārth karnā aur anubhavī svarūp bannā usmē̃ antar hai isliē mēhnat karnī paṛtī hai .
64That is why you have to labour. 65So, now, according to the time, and at the time of your accomplishing the aim of becoming equal to the Father, BapDada doesn’t like seeing you labour.
62Tō bāpdādā kō ab samay pramāṇ bāp samān bannē kā lakṣhya sampann karnē samay yah mēhnat karnā achchhā nahī̃ lagtā .
66Each one of you should check yourself: Do I have a karma yogi life? 67A life is natural and for all time; it is not just sometimes. 68Become an embodiment of experience.
63Har ēk apnē kō check karō ki maĩ karmayōgī jīvan vālā hū̃ ?
69Have you accomplished the aim that you have of a yogi life and of being an image of experience?
64Jīvan natural aur sadākāl key|kī hōtī hai , kabhī-kabhī key|kī nahī̃ .
70You yourself should constantly experience the sparkling light on the forehead.
65Aisā anubhavī svarūp banō , jō lakṣhya hai yōgī jīvan kā , jō lakṣhya hai anubhavī mūrt bannē kā vah lakṣhya sampann hai ?
71You yourself should be stable in that experience; you should be an embodiment of remembrance, not one who has to have remembrance, but one who is an embodiment of remembrance. 72The proof of whether you are an embodiment of remembrance or not is that when you are an embodiment of the experience of that remembrance, you will experience yourself to have that power while carrying out any task. 73The tasks may vary, but your stage of being an embodiment of experience should not vary. 74So, today, BapDada saw why you have to labour.
66Sadā mastak sē chamaktī huī light khud kō bhī anubhav hō , khud bhī us svarūp mē̃ sthit hō , smr̥iti svarūp hō , smr̥iti karnē vālā nahī̃ , smr̥iti svarūp hō aur smr̥iti svarūp hai yā nahī̃ , uskā pramāṇ yah hai ki jahā̃ smr̥iti K|kē anubhavī svarūp haĩ vahā̃ apnē mē̃ samarthī her|har kārya kartē huē bhī anubhav hōgī .
75Baba saw that you are numberwise according to your effort in becoming an embodiment of experience. 76BapDada has deep love in His heart for every child, and He therefore cannot bear to see one He loves having to labour. 77No matter in what subject you may have to labour or use the word “sometimes” in, the reason for this is that you lack being an embodiment of experience. 78You are an effort-maker but you have not become an embodiment.
67Kārya bhinn-bhinn hōṅgē lēkin anubhav svarūp key|kī sthiti bhinn-bhinn nahī̃ hō . 68Tō āj bāpdādā nē dēkhā ki mēhnat kyō̃ karnī paṛtī ?
79You should experience being an embodiment of experience of self-respect in all four subjects in a second, so that body consciousness cannot come close to you; just as darkness cannot remain in the face of light, you don’t have to chase it away.
69Anubhav svarūp bannē mē̃ number-vār puruṣhārth anusār dēkhā .
80It is natural that where there is darkness, there is little or no light.
70Bāpdādā kā har ēk bachchē sē jigrī pyār hai tō pyār vālē key|kī mēhnat dēkhī nahī̃ jātī .
81So, the greatest authority that is remembered is that of experience. 82Even if thousands of people try to change an experience, they cannot do that.
71Chāhē kisī bhī subject mē̃ mēhnat karnī paṛtī hai , kabhī-kabhī śhabda use karnā paṛtā hai , iskā kāraṇ hai anubhavī svarūp bannē key|kī kamī .
83All of you must have experienced sugar and know that it is sweet. 84Even if thousands of people tried to change your opinion, would they be able to do that?
72Puruṣhārthī haĩ lēkin svarūp nahī̃ banē haĩ . 73Ēk second mē̃ chār hī subject mē̃ apnē svamān K|kē anubhavī svarūp key|kī anubhūti hōnī chāhiē , jō dēh-abhimān najdīk ā nahī̃ sakē . 74Jaisē rōśhnī kē āgē andhkār ṭhahar nahī̃ saktā .
85In any subject, whether knowledge, yoga, dharna or service, if out of any of the four, if you have to labour in any of them to finish something, to achieve success in service, to transform your nature in the subject of dharna, to remain unshakeable in yoga, to experience a yogi life, if you have to labour or use the word “sometimes”, it means that you have not become an image of experience in that subject.
75Nikālnā nahī̃ paṛtā , natural jahā̃ andhkār hai vahā̃ rōśhnī cum|kam hai yā nahī̃ hai .
86An experience is not “sometimes”, it is a natural nature. 87So, did you hear what the reason is for having to labour?
76Tō sabsē baṛē mē̃ baṛī authority anubhav gāyā huā hai . 77Anubhav kō hajārō̃ lōg badalnē chāhē , badal nahī̃ saktē .
88When you experience being seated on the seat of experience, when you experience being an embodiment of a blessing, do you have to labour at that time?
78Tō jō bhī subject haĩ , chāhē gyān key|kī , chāhē yōg key|kī , chāhē dhārṇā key|kī , chāhē sēvā key|kī , kisī mē̃ bhī chār mē̃ sē ēk mē̃ bhī mēhnat lagtī hai tō jarūr anubhav key|kī kamī hai .
89It is a natural experience. 90This is why, according to the time now, everything is going to happen suddenly. 91It is not going to tell you in advance before it happens. 92There are games of the elements of nature taking place suddenly.
79Sēvā key|kī saphaltā mē̃ , dhārṇā mē̃ svabhāv-sanskār parivartan key|kī , yōg mē̃ bhī achal rahnē key|kī , yōgī jīvan key|kī anubhūti karnē key|kī jahā̃ mēhnat hai yā kabhī-kabhī kahtē hō , tō iskā arth|earth hai us subject mē̃ āp anubhavīmūrt nahī̃ banē hō .
93It has begun now. 94New things happen – suddenly there was an earthquake, and in a short time hundreds of thousands of souls died. 95Did they know whether they would be alive or not the next day? 96Many such accidents have begun to take place suddenly in different places.
80Anubhav kabhī-kabhī nahī̃ hōtā , natural nature hōtī hai .
97Collectively, at the same time, a ticket is being clipped for many; so, at such a time, are you ever-ready?
81Tō abhī sunā mēhnat karnē kā kāraṇ kyā ?
98You will not say that you are still making effort, will you?
82Āpkō anubhav hōgā ki jis samay anubhav key|kī seat par set hōtē hō , kisī bhī vardān K|kē svarūp mē̃ anubhavī ban anubhav kartē hō tō us samay mēhnat nahī̃ karnī paṛtī hai , natural anubhūti hōtī hai , isliē abhī samay pramāṇ sab achānak hōnā hai .
99Ever-ready means that whatever thought you have of a blessing or self-respect, you become an embodiment of that, and this is why BapDada is drawing your attention to this: Are you able to make any blessing fruitful and become experienced in the form of that blessing or self-respect? 100You will definitely have to become that.
83Batākē nahī̃ hōnā hai .
101You may say: “I am trying.”
84Ik ù ē K|kē ik ù ē ēk samay anēkō̃ key|kī ticket kaṭ rahī hai tō aisē samay mē̃ āp ever ready haĩ ?
102If you are going to try, do that from now because practice over a long period of time will help at that time.
85Yah tō nahī̃ kahē̃gē ki puruṣhārth kar rahā hū̃ ? 86Ever ready arthāt kōī bhī vardān yā svamān kā saṅkalp kiyā aur svarūp banā isliē bāpdādā āj is bāt par attention dilā 3 rahē haĩ ki kisī bhī vardān kō phalībhūt kar vardān yā svamān K|kē svarūp K|kē anubhavī ban saktē hō ?
103Do not be an effort-maker, but be experienced because the Almighty Authority has given all of you the authority of experience. 104Just as you are experienced in body consciousness, do you have to remember your body consciousness thinking that “I am so-and-so”? 105You have been given a name for the body, and so that is body consciousness, is it not?
87Bannā hī paṛēgā .
106“I am so-and-so.”
88Kōśhiśh kar rahā hū̃ , agar kōśhiśh bhī karnī hai tō abhī sē kyōṅki bahut samay kā abhyās samay par madad dēgā .
107If even thousands of people tell you that you are not that and that you are this, and they use a different name for you, would you believe them?
89Puruṣhārthī nahī̃ , anubhavī kyōṅki anubhav key|kī authority āp sabkō almighty authority nē dī hai .
108Would you forget your name? 109The awareness of the body with the name that has been given to you at birth has become so firm and natural.
90Jaisē dēh bhān K|kē anubhavī haĩ , tō kyā dēh bhān kō yād karnā paṛtā hai ki maĩ phalānā hū̃ ! 91Tō dēh bhān itnā pakkā hō gayā hai . 92Aisē dēhī abhimānī , svamāndhārī , svarājya adhikārī itnā pakkā hō .
110If someone is calling someone else with the same name as yours, they are not calling you but calling someone with the same name as yours, as soon as you hear your name, your attention would go there and you would think that that person is calling you. 111This body consciousness has become so firm.
93Āp kahtē hō nā , hamārā jīvan parivartan hai tō parivartan kyā kiyā ?
112Similarly, be just as firm in being soul conscious, in maintaining your self-respect and in being a master of the self.
94Dēh bhān sē svamān , svarājya adhikārī banē̃ .
113You say that your life has changed, so what have you changed?
95Tō check karō gyān svarūp banā hū̃ ? 96Yā gyān sunnē aur sunānē vālā banā hū̃ ?
114From body consciousness, you have changed to self-respect and then you have become a master of the self. 115So check: Have I become an embodiment of knowledge?
97Gyān arthāt naulēz , naulēz kā practical rūp hai , naulēz kō kahtē haĩ , naulēz is light , naulēz is might , tō gyān svarūp bannā arthāt jō bhī karma karē̃gē vah light aur might vālā hōgā .
116Or have I become one who listens to knowledge and relates it to others? 117Gyan means knowledge. 118The practical form of knowledge is said to be: Knowledge is light, knowledge is might . 119To be an embodiment of knowledge means that whatever actions you perform will be filled with light and might.
98Yathārth hōgā .
120They will be accurate.
99Iskō kahā jātā hai gyān svarūp bannā .
121This is known as being an embodiment of knowledge.
100Gyān sunānē vālā nahī̃ , gyān svarūp bannā .
122Do not become one who just speaks knowledge, but be an embodiment of knowledge.
101Yōg svarūp kā arth|earth hai karmēndriyō̃ jīt bannā .
123To be an embodiment of yoga means to be a conqueror of the physical organs.
102Her|har karmēndriy par svarājyadhārī .
124Be a master of the self over all the physical organs.
103Iskō kahā jātā hai yōg arthāt yuktiyukt jīvan .
125This is known as yoga, that is, a life that is yukti yukt.
104Aisē agar gyān yōg kā svarūp hai tō her|har guṇ key|kī dhārṇā automatically hōgī .
126If you are an embodiment of knowledge and yoga, then you will automatically be able to imbibe every virtue.
105Jahā̃ gyān , yōg hai , yōgyukt hai vahā̃ guṇō̃ key|kī dhārṇā automatically hōgī . 106Sēvā her|har samay automatic hōgī .
127Where there is knowledge and yoga and you are yogyukt, the imbibing of virtues takes place automatically; service will take place at every moment automatically.
107Samay anusār chāhē mansā sēvā karē , chāhē vāchā karē , chāhē karmaṇā karē , chāhē snēh sambandh mē̃ karē , sēvā bhī her|har samay akhaṇḍ chaltī rahēgī .
128According to the time you may serve through your mind, through words, through actions, through love in your relationships: service will continue to take place continuously.
108Sambandh samparka mē̃ bhī sēvā hōtī hai .
129Service also takes place in relationships and connections.
109Mānō kōī āpkē bhāī yā bahan brahmaṇ parivār mē̃ thōṛā sā māyūs hai , thōṛā puruṣhārth mē̃ dull hai , kōī saṅskār K|kē vaśh hai , aisē samparka vālī ātmā kō āpnē umaṅg-utsāh dilāyā , sahyōg diyā , snēh diyā , yah bhī sēvā kā puṇya āpkā jamā hōtā hai .
130For instance, in the Brahmin family, if your brother or sister is a little sad, a little dull in his or her effort and is under the influence of a sanskar, if you give zeal and enthusiasm, co-operation or love to that contact soul - that is the charity of service you will accumulate in your account.
110Girē huē kō uṭhānā yah puṇya gāyā jātā hai .
131It is an act of charity to uplift someone who has fallen.
111Tō sambandh aur samparka mē̃ bhī sēvā karnā , yah sachchē sēvādhārī kā kartavya hai .
132To do service of your relations and contacts is the duty of a true server.
112Sēvā milē yā sēvā dī jāē tō sēvā hai , vah nahī̃ .
133It should not be that service is only service that you receive or is given to you.
113Svayã mansā , vāchā , karmaṇā , samparka sambandh mē̃ sēvā automatically hōtī rahē .
134Let service itself continue to take place automatically through your thoughts, words, deeds, relationships and connections.
114Kaī bār bāpdādā nē dēkhā ki samparka mē̃ kōī-kōī bachchā dēkhtā bhī hai ki inkā svabhāv saṅskār thōṛā jō hōnā chāhiē vah nahī̃ hai , lēkin yah tō hai hī aisā , yah badalnā nahī̃ hai , iskī sēvā karnā time west|waste hai , aisā saṅkalp karnā kyā yathārth hai ?
135Many times BapDada has seen that in connection with others some children see that someone’s nature or sanskar are not what they should be. 136However, to have thoughts such as, “This one is like that anyway; he is never going to change, and it is a waste of time to serve this one.” 137Is it right to have such thoughts?
115Jab āp māntē hō ki ham prakr̥iti kō bhī satōpradhān banānē vālē haĩ , prakr̥iti kō aur vah manuṣhyātmā hai , brahmaṇ kahlātā hai lēkin saṅskār vaśh hai , jab prakr̥iti kā saṅskār badalnē key|kī challenge kī hai tō vah tō prakr̥iti sē puruṣh hai , ātmā hai . 116Āpkē sambandh mē̃ hai .
138Since you believe that you are those who will make the elements satopradhan, that you will change the elements - but that one is a human soul, one who calls himself a Brahmin but is influenced by a sanskar - since you have issued a challenge to change the sanskars of the elements, that one is a being, a soul, someone who has a relationship with you.
117Tō sachchā sēvādhārī apnē sēvā kā puṇya kamānē kē liē śhubh bhāvnā avaśhya rakhēgā .
139A true server would definitely have good wishes to earn the charity of serving him. 140“This one is like that anyway.
118Yah tō hai hī aisā , yah badal hī nahī̃ saktā , yah śhubh bhāvnā nahī̃ , yah sūkṣhma ghr̥iṇā bhāvnā hai .
141He can never change.” 142These are not good wishes; these are subtle feelings of dislike.
119Phir bhī apnā bhāī bahan hai , phir bhī mērā bābā tō kahtā hai nā !
143Nevertheless, that one is your brother or sister and at least says, “My Baba”.
120Tō sachchā sēvādhārī śhubh bhāvnā dēnē key|kī sēvā mē̃ bhī puṇya kamāyēgā .
144A true server would earn charity in having good wishes for even those who have not served him.
121Girē huē kō girānā nahī̃ , uṭhānā .
145Do not push those who have fallen further down. 146Uplift them!
122Sahyōg dēnā , iskō kahē̃gē sachchē sēvādhārī , puṇya ātmā .
147Give them your co-operation. 148This is known as being a true server, a charitable soul.
123Tō aisē apnē kō check karō itnā sēvā kā umaṅg-utsāh hai ?
149So, check yourself: Do I have this much zeal and enthusiasm for service?
124Iskō kahā jātā hai anubhav K|kē authority vālā .
150This is known as being an authority of experience.
125Tō abhī bāpdādā yahī chāhtā hai , anubhavī mūrt banō , anubhav key|kī authority kō kārya mē̃ lagāō .
151So, BapDada now wants you to become an image of experience and to use your authority of experience.
126Tō chār hī subject mē̃ jō apnē kō anubhavī svarūp ban anubhav K|kē authority kō kārya mē̃ lagāyēṅgē , jō kamī hō uskō sampann karē̃gē , itnā apnē par attention dēgē vah hāth uṭhāō .
152Those who will become embodiments of experience in all four subjects and will use the authority of experience, those who will remove any weakness, those who will pay this much attention to themselves, raise your hands!
127Man kā hāth uṭhā rahē hō nā !
153You are raising the hand of your mind, are you not?
128Śharīr kā hāth nahī̃ , man kā hāth uṭhāō .
154Not the physical hand, but the hand of the mind.
129Man kā hāth uṭhānā kyōṅki bāpdādā śhivrātri par result lē̃gē .
155Raise it! 156Raise the hand of your mind because BapDada will ask for the results on Shiv Ratri.
130Man mē̃ kōī kā bhī kamī kā saṅskār apnī śhubh bhāvnā kō cum|kam nahī̃ karē .
157The sanskar of anyone’s weakness should not reduce the good wishes in your mind.
131Uskā saṅskār tō ḍhīlā hai lēkin vah itnā tō powerful hai jō āpkī śhubh bhāvnā kō cum|kam kar lētā hai isliē jaisē brahmā bāp nē kyā nahī̃ dēkhā , kyā nahī̃ kiyā , jimmēvār hōtē phir bhī ant mē̃ śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā K|kē tīn śhabda sabhī kō śhikṣhā dēkē gayē .
158That one’s sanskar is slack, but it is powerful enough to reduce your good wishes. 159What did Father Brahma not see, what did he not do? 160While being responsible, he departed in the end giving everyone the teaching of three words of good wishes and pure feelings. 161You remember those, do you not?
132Yād hai nā ! 133Tīn śhabda yād haĩ nā !
162You remember the three words, do you not?
134Svayã bhī nirākārī , nirahaṅkārī , nirvikārī isī sthiti mē̃ avyakt banē̃ , kisī kō bhī karmabhōg key|kī feeling nahī̃ dilāī , kisnē samjhā ki karmabhōg samāpt hō rahā hai !
163He himself became avyakt through the stage of being incorporeal, egoless and viceless. 164He did not give anyone the feeling that he was going through the suffering of karma. 165Did anyone understand that his suffering of karma was now finishing?
135Kyā hō gayā ?
166What happened?
136Avyakt hō gayā .
167He became avyakt.
137Aisē brahmā bāp samān phariśhtā bhav kā vardān jō bāp nē karkē dikhāyā , phālō brahmā bāp .
168Father Brahma demonstrated the blessing of being angelic. 169Follow Father Brahma! 170You had love for Father Brahma.
138Brahmā bāp sē pyār rahā , abhī bhī chāhē 4 sākār mē̃ nahī̃ dēkhā lēkin avyakt bāp K|kē rūp mē̃ bhī snēh sabkā hai .
171Even though you may not have seen him in the corporeal form, even now, you all have love for him in the form of the avyakt Father.
139Bāpdādā dōnō̃ sē snēh hai . 140Dēkhā gayā hai ki snēh key|kī subject mē̃ majority pās|pass haĩ .
172In the subject of love for both Bap and Dada, the majority of you have passed .
141Snēh hī chalā rahā hai .
173It is the love that is making you move.
142Chāhē dhārṇā nahī̃ bhī hō , kōī bhī subject mē̃ kamī hō , lēkin snēh key|kī subject mē̃ majority sabhī pās|pass haĩ .
174Even if there is no imbibing, if you are lacking in any subject, the majority of you have passed in the subject of love.
143Snēh chalā rahā hai .
175Love is making you move.
144Āp sabhī kyō̃ āyē haĩ ?
176Why have all of you come?
145Kis vimān mē̃ āyē hō ?
177In which plane have you come?
146Snēh K|kē vimān mē̃ pahuñchē hō .
178You arrived here in the plane of love.
147Aur bāpdādā kā bhī last bachchē sē bhī pyār hai .
179And BapDada has love for even the last child.
148Kaisā bhī hai lēkin pyār mē̃ pās|pass hai kyōṅki bāp kā her|har bachchē kē prati dil kā pyār hai .
180No matter what the child is like, he has passed in love because the Father also has love in His heart for every child.
149Chāhē kaisā bhī hai lēkin mērā hai .
181No matter what he is like, he is Mine.
150Jaisē āp kahtē hō mērā bābā , tō bāp kyā kahtē haĩ ?
182Since you say “My Baba!” what does the Father say?
151Mērē bachchē haĩ .
183“They are My children.”
152Aisī śhubh bhāvnā āpas mē̃ parivār key|kī bhī hōnā āvaśhyak hai .
184It is necessary to have such good wishes among yourselves in the family.
153Svabhāv nahī̃ dēkhō , bāp jāntē haĩ , bhāv svabhāv hai , lēkin bhāv svabhāv , pyār kō khatm nahī̃ karē , sambandh kō khatm nahī̃ karē , kārya kō saphal cum|kam karē , yah right nahī̃ .
185Do not look at anyone’s nature. 186The Father knows that there is a conflict of natures, but the conflict of natures should not finish the love, it should not finish the relationship. 187It is not right that it would not let the task be as successful.
154Parivār hai .
188This is a family.
155Kaun sā parivār hai ?
189Which family is it?
156Prabhu parivār , paramātma parivār .
190It is God’s family. 191Prabhu parivaar.
157Ismē̃ kōī bhī kāraṇ sē pyār key|kī kamī nahī̃ hōnī chāhiē .
192There shouldn’t be a lack of love here due to any reason.
158Aisē hai ?
193Is it like that?
159Hai pyār key|kī kamī ?
194Is love lacking?
160Pyār arthāt śhubh bhāvnā jarūr hō .
195There should definitely be love, that is, good wishes.
161Kaisā bhī hai , paramātma parivār hai .
196No matter what someone is like, this is God’s family.
162Jisnē mānā ki maĩ prabhu parivār kā hū̃ , tō parivār arthāt pyār .
197You are those who believe that they belong to God’s family, so family means love.
163Agar parivār mē̃ pyār nahī̃ tō parivār nahī̃ isliē āj kyā pāṭh paṛhā ?
198If there is no love in the family, it is not a family. 199So, what lesson did you learn today?
164Pakkā kiyā ?
200Did you make it firm?
165Her|har ātmā sē śhubh bhāvnā , śhubh bhāv .
201Have good wishes and pure feelings for every soul.
166Yah paramātma parivār ēk kā ēk samay hī hōtā hai , itnā baṛā parivār paramātmā K|kē sivāē aur kiskā hō hī nahī̃ saktā .
202This Godly family only exists at this one time. 203No one except God can have such a huge family.
167Tō check karnā kyōṅki yah bhī puruṣhārth mē̃ vighna paṛtā hai .
204So, check, because even this causes an obstacle in your effort.
168Tō jab vighna mukt hōṅgē tabhī anubhavī ban anubhav K|kē authority dvārā sabhī kō anubhavī banāyēṅgē .
205Only when you become free from obstacles will you become experienced and make others experienced with your authority of experience.
169Achchhā . 170Sēvā kā turn - rājasthān kā hai : bāpdādā nē dēkhā hai ki yah sēvā kā chance sabhī umaṅg-utsāh sē lētē haĩ , sabhī pyār sē sēvā kartē bhī haĩ aur karātē bhī haĩ .
206Achcha. 207It was the turn of Rajasthan to serve: 208BapDada has seen that all of you have taken this chance for service with a lot of zeal and enthusiasm and you inspire others in the same way too.
171Sēvā kā yah part in 10-15 din mē̃ bhinn-bhinn kamāī kā sādhan hai .
209This part of service over 10 to 15 days is a means of earning an income in various ways.
172Ēk phāydā yah hai ki sēvā kā mēvā har ēk kā puṇya jamā hōtā hai .
210One benefit is that each one of you accumulates your charity as the fruit of service.
173Dūsrā phāydā yahā̃ madhuban mē̃ gyān kā vāyumaṇḍal , baṛē parivār K|kē snēh kā vāyumaṇḍal , jissē puruṣhārth mē̃ bhī bal miltā hai kyōṅki vāyumaṇḍal , vibration aur gyān snān , vē|way tō ēk bārī tīrthō par snān karnē jātē haĩ tō apnā bahut puṇya māntē haĩ aur yahā̃ jitnē din bhī rahtē hō utnē din gyān snān , gyān K|kē vachan kānō̃ mē̃ paṛtē rahtē haĩ .
211The second benefit is the atmosphere of knowledge in Madhuban, the atmosphere of the large family and you receive the power of love in your effort. 212Here, you have the atmosphere, the vibrations, and the bathing in knowledge. 213When people go to bathe at a pilgrimage place even once, they consider that to be a great charity, whereas here, however many days you stay here, you bathe in knowledge for that many days and versions of knowledge continue to drop into your ears.
174Aur yōgī ātmāyē̃ , prabhu pyār vālī ātmāyē̃ unkā vibration bhī automatically miltā rahtā hai .
214And, you automatically continue to receive the vibrations of yogi souls and souls who have love for God.
175Ēkānt K|kē vāyumaṇḍal kā lābh miltā hai .
215You receive the benefit of the atmosphere of solitude.
176Agar kōī apnē kām mē̃ aur paṛhāī K|kē phāydō̃ mē̃ apnē kō busy rakhtā hai tō unkō thōṛē dinō̃ mē̃ apnā bhaviṣhya ūñchā banānē kā chance miltā hai isliē yagya kā kām bhī chaltā aur ānē vālō̃ kā puṇya bhī jamā hōtā .
216When people keep themselves busy in their work, their study or something that benefits them, then they receive a chance to make their future elevated in a few days. 217This is why the work of the yagya continues and charity is accumulated for those who come.
177Bāpdādā nē dēkhā ki ājkal K|kē vāyumaṇḍal mē̃ sēvā kā umaṅg majority sabhī zone mē̃ hai .
218BapDada has seen that, in today’s environment, all zones have zeal and enthusiasm for service.
178Rājasthān bhī aisē hī āgē baṛh rahē haĩ . 179Achchhā .
219Rajasthan is also moving forward in the same way.
180Bāpdādā har ēk bachchē key|kī viśhēṣhtā kō dēkh rahē haĩ .
220AchchaBapDada is seeing the speciality of each child.
181Har ēk bachchē mē̃ kisī na kisī subject mē̃ viśhēṣhtā samāī huī hai isliē bāpdādā individual ēk-ēk bachchē kō hōvanhār vijayī svarūp mē̃ dēkh rahē haĩ kyōṅki sabkō sāthī bankē chalnā hai .
221Each child has the speciality of one subject or another merged in the self and this is why BapDada is seeing each child individually in his future victorious form because everyone has to return home together as a companion. 222You are together and you will return together.
182Sāth hai , sāth chalē̃gē .
223You will rule with Father Brahma.
183Brahmā bāp kē sāth mē̃ rājya karē̃gē . 184Achchhā .
224Achcha.
185Chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō bāpdādā dēkh dēkh khuśh hō gīt gātē vāh bachchē vāh !
225Seeing all the children everywhere, BapDada is pleased and is singing the song: wah children! wah!
186Her|har bachchē K|kē dil mē̃ bāp hai aur bāp K|kē dil mē̃ her|har bachchā hai .
226In the heart of every child is the Father and in the heart of the Father is every child.
187Aur yahā̃ itnā parivār madhuban nivāsī dēkhkar yah bhī khuśhī hōtī hai vāh madhuban vāh !
227Seeing this huge family, the residents of Madhuban, there is the happiness, wah Madhuban! wah!
188Sabkā asylum madhuban hai hī hai isliē madhuban mē̃ bhāgkar ā jātē haĩ .
228Madhuban is anyway the asylum for everyone and this is why all of you come running to Madhuban.
189Ab bāp key|kī jō āśhā hai vah jaldī sē jaldī pūrṇ karnā hai .
229Now, you quickly have to fulfil the Father’s hopes.
190Chār hī subject mē̃ anubhavī svarūp bannā hī hai .
230You definitely have to become embodiments of experience in all four subjects.
191Bāpdādā dēśh vidēśh chārō̃ ōr K|kē bachchē jahā̃ bhī baiṭhē dēkh rahē haĩ .
231Seeing the children from this land and everywhere abroad sitting here, BapDada is pleased.
192Sabhī kaisē dēkh dēkh harṣhit hō rahē haĩ .
232Everyone is also pleased on seeing all of this.
193Yah sādhan , yah science isī samay progress mē̃ jā rahī hai , naī naī invention duniyā K|kē haĩ lēkin āpkē phāydē K|kē sādhan achchhē achchhē nikāl rahē haĩ .
233These facilities and science are progressing at this time. 234There are many new inventions of the world, but they are facilities for your benefit. 235They are inventing many good inventions.
194Dūr hōtē bhī sāth haĩ .
236While being far away, you are together.
195Tō science vālō̃ kō bhī mubārak hai jō sādhan tō banāyē haĩ . 196Achchhā .
237So, congratulations to the scientists that they have invented the facilities.
197Dēśh vidēśh K|kē sabhī bachchō̃ kō bahut-bahut dil kā pyār aur yād svīkār hō aur viśhēṣh aisē viśhēṣh bachchō̃ kō namastē .
238Please accept lots and lots of love from the heart and remembrance to all the children from this land and abroad, and in particular, namaste to such special children. 239* * * O M S H A N T I * * *