सोमवार 18 जनवरी 2021 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

018-01-2021 A v y a k t B a p D a d a 18-01-2021

0 18-01-2021 Avyakt BapDada 18-01-2021

1Ōm śhānti 18-1-21 «  smr̥iti divas-dinacaryā ' ' madhuban

118/01/2021 The Day of Remembrance in Madhuban Om shanti

2Prāṇapyārē avyakt bāpdādā K|kē ati snēhī , sadā paramātma snēh mē̃ samāyē huē , smr̥iti sō samarthī svarūp sabhī nimitt teachers bahinē̃ tathā dēśh vidēśh K|kē sabhī brahmā vats , brahmā bāp K|kē kadam par kadam rakh sampann aur sampūrṇ bannē K|kē tīvr puruṣhārthī , brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ bhāī bahinē̃ , 3Īśhvarīy snēh sampann madhur yād svīkār karnā jī .

2Lovelier than life, Beloved Avyakt BapDada’s deeply loving instrument teachers who are always merged in God’s love and the embodiment of remembrance and power, and all Brahmin children from this land and abroad, all brothers and sisters who are the decoration of the Brahmin clan, ones who put their steps on Father Brahma’s footsteps, and make intense effort to become complete and perfect, please accept Godly love filled with sweet remembrance.

4Bād samāchār - is avyakti mās mē̃ chārō̃ ōr bābā K|kē sabhī bachchē apnē pyārē brahmā bābā K|kē samān karmayōgī sō karmātīt sthiti banānē kē liē man aur mukh kā maun rakh bahut achchhī tapasyā kar rahē haĩ .

3In this avyakt month, all of Baba’s children everywhere are observing silence of the mind and silence of the mouth and doing very good tapasya in order to become a karma yogi and karmateet, the same as Father Brahma.

5Sabhī kā lakṣhya hai , samay key|kī tīvratā K|kē sāth-sāth hamē̃ sampann aur sampūrṇ bannā hī hai .

4Everyone has this aim, and along with the speed of time, we definitely have to become complete and perfect.

6Pyārē bāpdādā bhī samay pramāṇ ham sabkō anēk śhikṣhāō̃ sē sajātē , sãvārtē rahtē haĩ .

5According to the time, Beloved BapDada is also decorating us with His teachings.

718 January kā yah smr̥iti din bhī viśhēṣh madhuban ghar key|kī yād dilātā hai .

6The Day of Remembrance, 18th January, specially reminds us of our home, Madhuban.

8Āp sabnē bhī dūr baiṭhē apnē divya buddhi K|kē vimān dvārā madhuban K|kē chārō̃ dhāmō̃ key|kī yātrā key|kī hōgī .

7All of you sitting far away, with the plane of your divine intellect, must have gone around the four pilgrimage places of Madhuban.

9Is bār bāpdādā milan mē̃ bhōpāl zone K|kē bhāī bahinē̃ thōṛī saṅkhyā mē̃ pahuñchē haĩ .

8This time, for BapDada’s meeting, a small number of brothers and sisters from Bhopal have come to serve.

10Bākī sab on line milan manā rahē haĩ .

9All the rest are celebrating a meeting with BapDada on-line.

11Is samay ham sabkā pyārā madhuban ghar har ēk kō viśhēṣh avyakt vatan key|kī anubhūti karā rahā hai .

10This time, Madhuban, the lovely home of all of us is especially giving the experience of the subtle region.

12Ṭhaṇḍī-ṭhaṇḍī havāō̃ K|kē bīch , saphēd pōśhdhārī phariśhtē pyārē bāpdādā key|kī yādō̃ kō dil mē̃ samāyē huē chārō̃ dhāmō̃ key|kī yātrā kar rahē haĩ .

11Amidst the cool breeze, angels dressed in white and merging remember of our lovely BapDada in their hearts, are going around the four pilgrimage places.

13Is bār śhāntivan K|kē bhāīyō̃ nē hī sundar khuśhbūdār fool|phūl mālāō̃ sē chārō̃ dhāmō̃ kō sajāyā hai .

12This time, brothers from Shantivan have decorated all the four pilgrimage places with garlands of beautiful and fragrant flowers.

14Bahut śhānt , ēkānt vātāvaraṇ hai .

13The atmosphere here is very peaceful and of solitude.

15Her|har varṣh key|kī bhānti prātaḥ murlī class mē̃ sabhī nē bāpdādā K|kē madhur śhikṣhāō̃ bharē sākār va avyakt mahāvākya sunē̃ , śaśī bahan nē pyārē bāpdādā kō bhōg svīkār karāyā .

14Similar to every year, everyone heard the sakar and the avyakt elevated versions from BapDada, filled with sweet teachings and, thereafter, Shashiben offered bhog to beloved BapDada.

16Tatpaścāt sabhī snēh K|kē sāgar mē̃ samāyē huē śhānti stambh par pahuñchē aur bhāvnāō̃ sē bharpūr gīt suntē mīṭhē bābā sē mīṭhī rūhrihān kartē rahē .

15Immediately afterwards, everyone merged in the Ocean of Love, went to the Tower of Peace, and listening to very moving songs, continued to have heart-to-heart conversations with sweet Baba.

17Uskē bād sabhī number-vār chārō̃ dhāmō̃ key|kī parikramā kartē phal aur dūdh kā nāśhtā karkē apnē-apnē sthānō̃ par viśhēṣh tapasyā karnē pahuñch gayē .

16After that, everyone, numberwise, went around the four pilgrimage places, had breakfast of fruits and milk, and then went back to their places to have their special tapasya.

18Śhām K|kē samay śhāntivan K|kē diamond hall mē̃ sabhī nē pyārē bāpdādā sē ônalāin maṅgal milan manāyā .

17In the evening, in the Diamond Hall of Shantivan, everyone celebrated an auspicious meeting with BapDada on-line.

19Aisē anubhav hō rahā thā jaisē bāpdādā direct vatan sē bachchō̃ kō snēh kā respond dētē huē sabkō śhakti sampann banā rahē haĩ .

18It felt as though BapDada is giving a direct response of love to the children from the subtle region and making them full of peace.

20Bāpdādā K|kē yah avyakti mahāvākya āp sabnē bhī lāiv sunē hōṅgē .

19All of you must have also heard these avyakt versions of BapDada live.

21Kitnī gahrī sundar prērṇāyē̃ , naṣhṭōmōhā bannē key|kī vidhiyā̃ bāpdādā nē sunāī haĩ , inhē̃ ham sabkō apnē jīvan mē̃ utārnā hai .

20These are such deep and beautiful inspirations, and BapDada told us many methods to become a conqueror of attachment. 21We have to bring these in our practical lives.

22Achchhā .

22Achcha.

23Sabhī kō yād … ōm śhānti .

23Lots of remembrance to all.

2418-1-21 ōm śhānti «  avyakt-bāpādādā ' ' rivāij-vīḍiyō 18-01-10 madhuban

24In order to become a conqueror of attachment and an embodiment of remembrance,

25 «  brahmā bāp samān naṣhṭōmōhā smr̥iti svarūp bannē kē liē , man kā timetable banākar karma kartē karmayōgī aśharīrī bannē kā abhyās karō ' '

25the same as Father Brahma, make a timetable for your mind and 26practise being a karma yogi and bodiless while performing action.

26Āj chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ mē̃ viśhēṣh snēh samāyā huā hai .

27Today, love in particular is merged in all the children everywhere.

27Āj K|kē din kō kahtē hī haĩ smr̥iti divas .

28Today is called the Day of Remembrance.

28Bāpdādā nē amr̥itvēlē sē chārō̃ ōr dēkhā , chāhē dēśh mē̃ , chāhē vidēśh mē̃ sabhī bachchō̃ K|kē dil mē̃ bāp K|kē snēh key|kī taṣhwīr dikhāī dī . 29Aur bāp K|kē dil mē̃ bhī har ēk bachchē K|kē snēh key|kī taṣhwīr samāī huī thī .

29From amrit vela, BapDada was looking around everywhere, in this land and abroad, and the portrait of the Father’s love was visible in each of the children’s hearts, and the portrait of the love of each child was merged in the Father’s heart.

30Āj K|kē din kō viśhēṣh snēh kā , smr̥iti kā divas kahtē hō .

30Today, in particular, is called the Day of Love, the Day of Remembrance.

31Bāpdādā nē amr̥itvēlē sē bhī pahlē bachchō̃ K|kē taraph sē anēk snēh K|kē mōtiyō̃ key|kī mālāyē̃ dēkhī .

31BapDada saw the necklaces of the pearls of love of the children even before amrit vela.

32Har ēk bachchē K|kē dil mē̃ automatic yah gīt baj rahā hai - «  mērā bābā , brahmā bābā , mīṭhā bābā ' ' aur bāpdādā K|kē dil mē̃ yah gīt baj rahā hai «  mīṭhē bachchē , pyārē bachchē .

32In the heart of each child, there is the song playing automatically: My Baba, Brahma Baba, sweet Baba, and in BapDada’s heart, the song is playing: Sweet children, lovely children.

33' ' āj har ēk K|kē andar aur śhaktiyō̃ K|kē sivāē snēh key|kī śhakti jyādā samāī huī hai .

33Today, in each one, instead of all other powers, the power of love is merged in each one to a greater extent.

34Yah paramātma snēh , īśhvarīy snēh sirph saṅgamyug par hī anubhav hōtā hai .

34This Godly love, this spiritual love is experienced just at the confluence age.

35Yah paramātma snēh anubhavī hī jānē , jō har ēk bachchē kō sahajyōgī banā dētā hai .

35Only those who are experienced know this love from God: it makes each of the children into easy yogis.

36Bāpdādā nē dēkhā sarv bachchō̃ mē̃ snēh kā anubhav bahut-bahut samāyā huā hai .

36BapDada saw in all the children that many, many experiences of love are merged in them.

37Āp sabkē janm kā ādhār snēh hai .

37The basis of your birth is love.

38Aisā kōī bhī bachchā nahī̃ dikhāī dētā , aur śhaktiyā̃ cum|kam bhī hō̃ lēkin bāp kā snēh yā nimitt banī huī viśhēṣh ātmāō̃ K|kē snēh kā anubhav majority sabhī K|kē dil mē̃ , chēhrē mē̃ dikhāī dētā hai .

38There isn’t a single child visible… 39Other powers may be lacking, but the experience of the Father’s love and the love of the special souls who have become instruments is visible in the hearts and on the faces of the majority of you children.

39Abhī āp sabkō āj viśhēṣh yahā̃ tak kisnē pahuñchāyā  ?

40What made all of you specially come here today?

40Kis vimān mē̃ āyē  ?

41In which plane did you come?

41Train mē̃ āyē yā vimān mē̃ āyē  ?

42Did you come by train or by plane?

42Sabkī sūrat mē̃ snēh samāyā huā hai tō snēh K|kē plain|plane sē pahuñch gayē nā .

43Everyone’s face shows that you all arrived here in the plane of love.

43Kuchh bhī karnā paṛā lēkin snēh K|kē plain|plane mē̃ sabhī pahuñch gayē hō .

44No matter what you had to do, all of you arrived here in the plane of love.

44Āj K|kē din kō smr̥iti divas kahā jātā hai lēkin smr̥iti divas K|kē sāth-sāth samarthī divas bhī kahā jātā hai .

45Today is called the Day of Remembrance, but, together with the Day of Remembrance, it is also called the Day of Power.

45Āj K|kē din kō tājpōśhī kā din bhī kahā jātā hai kyōṅki āj K|kē din bāpdādā nē viśhēṣh brahmā bāp nē nimitt banē huē mahāvīr bachchō̃ kō viśhva sēvā kā tāj pahnāyā .

46Today is called the Coronation Day because it was on this day that BapDada, and especially Father Brahma, crowned the instrument mahavir children with the crown of world service.

46Brahmā bāp khud unknown huē aur bachchō̃ kō viśhva sēvā K|kē smr̥iti kā tilak diyā .

47The Father, Father Brahma himself, became unknown and gave the children the tilak of remembrance for world service.

47Bachchō̃ kō karanhār banāyā aur svayã karāvanhār banē̃ .

48He made the children karanhar (ones who do) and himself karavanhar (one who inspires and gets it done).

48Apnē samān phariśhtē rūp kā vardān dēkar light kā tāj pahnāyā aur bāpdādā nē jō tāj , tilak kā vardān diyā , usī pramāṇ bachchō̃ kā kartavya dēkh khuśh hai .

49He gave the blessing of the angelic form, the same as himself and gave them a crown of light; and seeing children carrying out the duty according to the blessing that BapDada gave of the crown and the tilak, BapDada is pleased.

49Bachchō̃ nē sēvā kā vardān kārya mē̃ lāyā , yah dēkh bāpdādā khuśh hai .

50Children put the blessing for service into practical form and, seeing this, BapDada is pleased.

50Abhī tak jō part bajāyā hai aur āgē bhī bajānā hai , uskī padamguṇā brahmā bāp viśhēṣh mubārak dē rahē haĩ .

51Father Brahma is especially giving multimillionfold congratulations for the part that you have played until now and the further part you have to play.

51Vāh bachchē vāh  !

52Wah children! 53Wah!

52Vidēśh mē̃ bhī chakkar lagāyā tō kyā dēkhā  ?

54Baba toured around abroad too and what did He see?

53Her|har bachchā snēh mē̃ samāyā huā hai , tō bāp dvārā samarthiyā̃ milī haĩ kyōṅki yah din viśhēṣh snēh sē samarthiyō̃ kā vardān prāpt karnē kā din hai .

55Each child is merged in love. 56You have received powers from the Father because this day is especially for receiving blessings of the powers, with love.

54Bāpdādā nē dēkhā kōī-kōī bachchē bahut achchhē yād kī lagan mē̃ , sēvā mē̃ lagē huē haĩ .

57BapDada saw that some children are deeply lost in remembrance and are engaged in service.

55Amr̥itvēlā bahut achchhī rīti sē anubhav kartē haĩ .

58They experience amrit vela very well.

56Aśharīrīpan kā bhī anubhav kartē haĩ lēkin jab karmayōgī bannē kā samay ātā hai tō dōnō̃ kām yōgī kā bhī aur karma kā bhī , dō kām ikaṭṭhā karnē mē̃ phark paṛ jātā hai .

59They even have the experience of being bodiless, but when it is time to become karma yogis, there then is a difference in being able to do both together – of being a yogi and of performing action.

57Puruṣhārth kartē haĩ ki karma aur yōg kā balance hō lēkin jaisē amr̥itvēlē śhaktiśhālī avasthā kā anubhav kartē haĩ , vaisē karma mē̃ phark paṛ jātā hai , mēhnat karnī paṛtī hai aur bāpdādā nē sabhī bachchō̃ kō kah diyā hai ki viśhva kā vināśh achānak hōnā hai , agar sārā din attention kē bajāē , kisī bhī dhārṇā key|kī kamī hōnē K|kē kāraṇ karmayōgī key|kī stage mē̃ phark ātā hai .

60They make effort to have a balance of karma and yoga, but although they experience a powerful stage at amrit vela, there is a difference in their action; they have to labour. 61BapDada has told all the children that the destruction of the world is to take place suddenly. 62If, instead of paying attention throughout the day, because of lacking imbibing something, there is a difference in the stage of being a karma yogi, then what will you do when destruction comes?

58Tō viśhva K|kē vināśh key|kī date tō bāpdādā announce nahī̃ karē̃gē lēkin apnā jīvan kāl samāpt kab hōnā hai , yah mālūm hai  ?

63However, BapDada is not going to announce the date of the destruction of the world. 64Do you know when the period of your life is going to end?

59Kōī kō mālūm hai ki mērā mr̥ityu phalānī date par hōnā hai , hai mālūm  ?

65Do any of you know on what date your death is going to take place?

60Vah hāth uṭhāō .

66Do any of you know?

61Achānak kuchh bhī hō saktā hai , kōī prakr̥iti kā kāraṇ bantā hai tō kitnē kā mr̥ityu sāth mē̃ hō jātā hai .

67Those who know raise your hands! 68Anything can happen suddenly. 69When something happens through the elements, so many die at the same time.

62Tō viśhva K|kē date K|kē saṅkalp sē albēlā nahī̃ bannā .

70So, do not become careless by thinking of the date of the destruction of the world.

63Āpkī jagadambā kā slōgan thā - tō kabhī bhī kab nahī̃ kahō , ab .

71The slogan of your Jagadamba (world mother) was: Never say “sometime” (kab), but now (ab).

64Kal kuchh bhī hō jāē lēkin mujhē ever ready rahnā hī hai .

72Anything can happen tomorrow, but I definitely have to remain ever-ready.

65Tō itnī taiyārī sabkē attention mē̃ hai  ?

73So, do all of you pay this much attention to your preparation?

66Apnā karmō̃ kā hisāb chuktū kiyā hai  ?

74Have you settled the accounts of your karma?

67Chār hī subject gyān , yōg , sēvā aur dhārṇā , chār hī taraph , chārō̃ mē̃ aisī taiyārī hai  ?

75In all the four subjects of knowledge, yoga, dharna and service, have you made such preparations in every way?

68Pūrā bēhad K|kē vairāgya kā anubhav check kiyā hai  ?

76Have you checked that you have the experience of complete and unlimited disinterest?

69Apnī dil mē̃ yah check kiyā hai ki ever ready haĩ  ?

77Have you checked in your heart whether you are ever-ready?

70Naṣhṭōmōhā smr̥iti svarūp kyōṅki brahmā bāp nē bhī svayã kō puruṣhārth karkē aisā banāyā jō anubhavī bachchō̃ nē dēkhā , kōī bhī taraph yah vātāvaraṇ nahī̃ thā , kōī hisāb kitāb kā , achānak aśharīrī bannē kā abhyās aśharīrī banākar uṛ gayē .

78Are you a conqueror of attachment and an embodiment of remembrance? 79Because Father Brahma made himself like this through his effort and the experienced children saw it. 80In no way was there an atmosphere of his karmic accounts, because the frequent practice of becoming bodiless helped to make him bodiless suddenly; one day he flew away.

71Kōī nē samjhā ki brahmā bāp jānē vālē haĩ  ?

81Did anyone imagine that Father Brahma was going to go?

72Lēkin naṣhṭōmōhā , bachchō̃ K|kē hāth mē̃ hāth hōtē kahā̃ ākarṣhaṇ rahī  ?

82However, he was a conqueror of attachment. 83While having his hand in the hands of the children, was there any attraction?

73Phariśhtā ban gayē .

84He became an angel.

74Bachchō̃ kō phariśhtē banānē kā tilak dē gayē .

85He departed having given the children the tilak to become angels.

75Iskā kāraṇ bahut samay aśharīrīpan kā abhyās rahā .

86The reason for this was the practice of being bodiless over a long period of time.

76Kaī anubhavī bachchē jō sāth rahē haĩ unhōnnē anubhav kiyā , karma kartē kartē aisē aśharīrī ban jātē .

87Many experienced children who lived with Baba had the experience that, while performing actions, he would become bodiless.

77Tō yah jō karmyōg mē̃ antar paṛ jātā hai , iskā kāraṇ karma kartē yah smr̥iti mē̃ emerge nahī̃ hōtā , maĩ ātmā hū̃ , yah tō sab jāntē hī haĩ lēkin maĩ ātmā , kaun see|sī|C ātmā hū̃  ?

88The reason for the difference in the karma yogi stage is that while you are performing action it doesn’t remain in your awareness in an emerged form that “I am a soul”. 89Everyone knows this, “but what type of soul am I?”

78Maĩ karāvanhār ātmā hū̃ aur yah karmēndriyā̃ karanhār haĩ , yah karāvanhār kā svamān karma kartē smr̥iti svarūp mē̃ rahē , chāhē karmēndriyō̃ sē karma karānā hai lēkin maĩ karāvanhār hū̃ , mālik hū̃ , is seat par agar set hai tō kōī bhī karmēndriy order mē̃ rahēgī .

90I, the soul, am karavanhar and these physical organs are karanhar. 91While performing actions, be an embodiment of the awareness of the self-respect of karavanhar. 92Even if you have to get something done through your physical organs, remember “I am karavanhar, I am a master”. 93If you are set on that seat, then all of your physical organs will remain in order.

79Binā seat par set hōtē kōī kiskā nahī̃ māntā .

94Without each one being set on the seat, no one will listen to you.

80Tō karāvanhār ātmā hū̃ , yah karmēndriyā̃ karanhār haĩ , karāvanhār nahī̃ haĩ .

95The soul is karavanhar and the physical organs are karanhar, not karavanhar.

81Jaisē brahmā bāp kā anubhav sunā ki brahmā bāp nē śhurū mē̃ yah abhyās kiyā jō rōz din key|kī samāpti kē samay in karmēndriyō̃ key|kī rāj darbār lagātē thē .

96You heard the experience of Father Brahma how, in the beginning, Father Brahma would practise this daily: At the end of the day, he would hold court of all the physical organs.

82Purānē bachchō̃ nē vah diary dēkhī hōgī tō rōz darbār lagātē thē aur karāvanhār mālik ban her|har karmēndriyō̃ kā samāchār lētē thē , dētē thē .

97The older children would have seen Baba’s diary in which Baba used to hold court daily and, being karavanhar, the master, he would have a daily exchange with all his physical organs.

83Itnā attention śhurū mē̃ hī brahmā bāp nē bhī diyā tō āpkō bhī karāvanhār mālik samajh karmēndriyō̃ sē karma karvānā hai kyōṅki ātmā rājā hai yah karmēndriyā̃ sāthī haĩ .

98In the beginning, Father Brahma paid this much attention, and so you too have to consider yourselves to be karavanhar, the masters, because the soul is the king and these physical organs are the companions.

84Tō yah check karnā chāhiē ki āj K|kē din viśhēṣh man-buddhi saṅskār , svabhāv kahō saṅskār kahō inhō̃ kā kyā hall|hāl rahā  ?

99So, you should check, what the condition today was of the mind, intellect, sanskars, nature or sanskars whatever you want to call them.

85Aur phauran check karnē sē karmēndriyō̃ kō attention rahtā hai ki hamārā rājā hamārā hālchāl lēgā , tō ātmā rājā karanhār karmēndriyō̃ sē karāvanhār ban check karō .

100By your checking them instantly, the physical organs pay attention because their king is going to ask them about their welfare. 101So, the soul, the king who is karavanhar, should check karanhar, the physical organs.

86Nahī̃ tō dēkhā gayā hai kaī bachchē kahtē haĩ ki ham karmēndriyō̃ kō order kartē haĩ lēkin phir hō jātā hai .

102Otherwise, it is seen that some children say: We do order our physical organs, but they change.

87Puruṣhārth kartē haĩ lēkin kōī-kōī saṅskār yā svabhāv order mē̃ nahī̃ rahtē .

103We make effort but some sanskars and nature do not remain in order.

88Uskā kāraṇ is apnē svamān key|kī seat par set nahī̃ rahtē .

104The reason for this is that you do not remain set on your seat of self-respect.

89Binā seat par baiṭhnē K|kē order kitnā bhī karō tō order mānnē vālē māntē nahī̃ haĩ .

105Unless you are seated on your seat, no matter how many orders you give even those who obey your orders are not going to listen to you.

90Tō karma kartē apnē karāvanhār mālikpan key|kī seat par set rahō .

106So, while performing action, remain seated on your seat of being karavanhar, the master.

91Kaī bachchē yah bhī bāpdādā sē rūhrihān kartē ki bābā āpnē hamē̃ sarv śhaktivān banāyā , śhaktivān bhī nahī̃ sarvśhaktivān kā vardān har ēk bachchē kō brāhmaṇ janm lētē huē diyā hai , yād hai apnē janm kā vardān  !

107Some children even have a heart-to-heart conversation with BapDada and say: Baba, You have made us into almighty authorities, those with all powers, not even those with some powers, but as soon as each child took this Brahmin birth, you gave them the blessing of being an almighty authority. 108Do you remember the blessing given at the time of your birth?

92Har ēk bachchē kō bāp nē master sarvśhaktivān bhav kā vardān diyā hai .

109The Father gave each child the blessing of being a master almighty authority.

93Kisnē vardān diyā  ?

110Who gave the blessing?

94Almighty authority nē .

111The Almighty Authority.

95Lēkin complain kartē haĩ ki jis samay jō śhakti chāhiē vah ātī nahī̃ hai . 96Order nahī̃ māntī hai .

112However, you complain that the power you need at that time doesn’t come, that it doesn’t obey your orders.

97Vah kyō̃  ?

113Why is that?

98Jab almighty authority kā vardān hai , ussē baṛā kōī nahī̃ .

114Since you have the blessing from the Almighty Authority, there is no one greater than Him.

99Tō vardān K|kē sthiti mē̃ sthit rahkarkē agar order karō tō hō nahī̃ saktā ki āp order karō aur śhakti nahī̃ mānē̃ .

115If you issue the order while being stable in the stage of the blessing, then it is not possible that you issue an order and that power does not obey.

100Ēk tō ātmā mālik hai , sarvśhaktivān kā vardān milā huā hai , us svarūp mē̃ sthit hōkē mālik hū̃ , vardān hai , dōnō̃ svarūp key|kī smr̥iti K|kē sthiti mē̃ rahkē order karō .

116One is that the soul is the master, you have received the blessing of the Almighty Authority, and, while stable in that form, you are the master and you have that blessing. 117Therefore, issue the order while stable in the stage of the awareness of both forms.

101Śhakti āpkā nahī̃ mānē̃ asambhav kyōṅki vardān aur bāp K|kē property kā adhikār hai .

118It is impossible that the power does not listen to you because you have the blessing, and you have a right at the confluence age to the Father’s property.

102Saṅgamyug par āp sabkō sarvśhaktivān kā title milā hai sirph us sthiti mē̃ sthit nahī̃ rahtē , sadā nahī̃ rahtē .

119All of you have received the title of the almighty authority. 120It is just that you don’t remain stable in that stage. 121You don’t remain in that stage all the time.

103Kabhī-kabhī ā jātā hai .

122There is “sometimes” in this.

104Yah kabhī śhabda apnē brāhmaṇ dictionary sē nikāl dō .

123Remove this word “sometimes” from your Brahmin dictionary.

105Abhī abhī hāzir .

124Be present right now.

106Āp kahtē hō nā ki bābā āpkō ham yād kartē haĩ tō āp hāzir hō jātē haĩ .

125You say: Baba, we remember You and You become present. 126Do you have this experience?

107Hai anubhav  ?

127Raise your hands!

108Hāth uṭhāō .

128Do you have this experience?

109Anubhav hai  ?

129Now, look!

110Abhī dēkhō , hāth tō uṭhā rahē hō .

130You are raising your hands!

111Bāp hāzir hō jātā , hazūr hāzir hō jātā , tō yah śhakti kyā hai  ?

131The Father becomes present. 132The Lord becomes present, and so what is this power?

112Yah śhaktiyā̃ bhī āpkō bāp K|kē property mē̃ milī haĩ .

133You have received these powers as the Father’s property.

113Tō mālik bankē order karō .

134So, issue an order while being the master.

114Mālik bankē order nahī̃ kartē hō , śhakti khō jātī hai nā tō usī sthiti mē̃ rahtē huē order kartē hō , tō mālik hī nahī̃ hai order kyō̃ mānē̃  !

135You don’t issue an order while being a master, and so you lose your power. 136Therefore, when you issue an order in that stage, then, if you are not the master, why should the powers obey you?

115Tō bāpdādā abhī kyā chāhtē haĩ  ?

137So, what does BapDada want now?

116Patā hai nā  !

138You know that, do you not?

117Bāp abhī yahī chāhtē haĩ ki mērā ēk-ēk bachchā karma kartē huē bhī rājā bachchā ban , svarājya adhikārī ban svarājya key|kī seat kō nahī̃ chhōṛē .

139The Father wants each of His children while performing actions to become a king-child, master of the self and not to let go of the seat of self-sovereignty.

118Tō rājā sārā din rājā hī hōtā hai nā  !

140A king is a king throughout the whole day, is he not?

119Ki kabhī rājā hōtā hai , kabhī nahī̃ .

141Or, is he a king sometimes and not at other times?

120Takht par baiṭhnā yā nahī̃ baiṭhnā vah alag bāt hai lēkin ghar mē̃ bhī rahtē maĩ rājā hū̃ , yah tō nahī̃ bhūltā .

142To be seated on the throne or not is a different matter, but, even while at home, he doesn’t forget that he is the king.

121Tō karmayōgī aur amr̥itvēlē K|kē yathārth yōg śhaktiśhālī sthiti usmē̃ phark nahī̃ paṛnā chāhiē .

143So, there shouldn’t be a difference between being a karma yogi and having a powerful stage of accurate yoga at amrit vela.

122Double kām hai lēkin āp kaun hō  ?

144It is double work, but who are you?

123Āp tō viśhva K|kē parivartak hō , viśhva kalyāṇkārī hō .

145You are the world transformers and the world benefactors.

124Isliē bāp yahī chāhtē ki chaltē-phirtē rājāpan nahī̃ bhūlō , seat kō nahī̃ chhōṛō .

146This is why the Father wants you, while you are walking and moving around, to not forget being the king; do not let go of your seat.

125Binā seat K|kē kōī order nahī̃ māntā .

147Without your seat no one would obey your orders.

126Ājkal dēkhō seat kē pīchhē kitnā kuchh kartē haĩ  ?

148Nowadays, just see how much they do for a seat!

127Apnā hak lēnē kē liē kitnā prayatna kartē .

149They try so hard to claim their right!

128Apnā hak kōī chhōṛnē nahī̃ chāhtā .

150None of them wants to let go of their right.

129Tō āp apnā paramātma hak maĩ kaun  !

151So, you should claim your Godly right, “Who am I?”

130Her|har samay jō kām kartē hō tō kām kartē bhī apnē man kā timetable banākē rakhō . 131Yah kām kartē huē man kā svamān kyā rahēgā  ?

152Every moment that you are working, even while doing your work, make a timetable for your mind: While doing this particular work, what would the self-respect of my mind be?

132Āj K|kē din kaun sā lakṣhya rakhūṅgā  ?

153What aim will I keep today?

133Her|har kām K|kē time jō bhī apnē svamān key|kī list hai , bhalē bhinn-bhinn timetable banāō jaisē sthūl karma kā timetable fix kartē hō vaisē man kā timetable fix karō .

154At the time of carrying out your work, from your list of self-respect, create different timetables. 155Just as you fix a timetable for physical work, in the same way, fix a timetable for your mind.

134Mālūm tō hai is samay yah kām karnā hai , uskē sāth svamān kaun sā rakhnā hai  ?

156You know that you have to do this work at this time, and so what self-respect will you keep with that work?

135Mālikpan kā adhikār kis svamān K|kē rūp mē̃ rakhnā hai , yah man kā timetable banāō .

157With which form of self-respect will you claim the right of a master? 158Create a timetable for your mind for this.

136Timetable banānē ātā hai nā  !

159You know how to make a timetable, do you not?

137Mātāō̃ kō ātā hai  ?

160Do the mothers know how to make it?

138Mātāyē̃ apnā āpēhī programme banāō .

161Mothers, make a programme for yourselves.

139Achchhā khānā banānā hai , us samay kaun sā svamān apnī buddhi mē̃ emerge rakhnā hai .

162At the time of preparing food, what self-respect will you keep emerged in your intellect?

140Bahut mālā hai svamān key|kī .

163There is a long garland of self-respect.

141Itnī baṛī mālā hai jō svamān gintī kartē jāō aur mālā mē̃ samā jāō . 142Tō abhī bahutkāl kā abhyās chāhiē .

164The garland of self-respect is so long that you can continue to count it and become merged in it.

143Kōī-kōī bachchē kahtē haĩ , abhī tak tō vināśh kā kuchh dikhāī nahī̃ dētā hai .

165Some children say about a long period of time: As yet, we cannot see any signs of destruction.

144Abhī tō date fix nahī̃ hai , kar lē̃gē , hō jāyēgā , yah albēlāpan hai .

166The date is not yet fixed for that, so we will do it at some point, it will happen. 167This is carelessness.

145Sandēśh dēnē mē̃ bhī viśhva kalyāṇkārī haĩ , tō kaī bachchē samajhtē haĩ abhī samay paṛā hai , āgē chalkē sandēśh dē dēgē , lēkin nahī̃ .

168You are world benefactors in giving a message, and so some children think that there is still time left, and that they will give the message as they progress further.

146Jinkō pīchhē sandēśh dēgē vah bhī āpkō ulhanā dēgē , kyā ulhanā dēgē  ?

169But no. 170Those to whom you give the message later will complain to you. 171What will they complain about?

147Āpnē pahlē kyō̃ nahī̃ batāyā tō ham bhī kuchh kar lētē thē , abhī āpnē last mē̃ batāyā .

172“Why did you not tell us earlier so that we could have done something? 173You are telling us now at the last moment!

148Tō ham tō sirph pahchān kar ahō prabhū tērī līlā apār hai , yahī kah sakē̃gē .

174Now, we can only recognise Him and say: “O God, Your divine activities are wonderful!

149Pad tō pā nahī̃ sakē̃gē .

175We can only say this, but we will not be able to claim a status!”

150Kyō̃  ?

176Why?

151Bahut samay kā bhī sahyōg chāhiē .

177There has to be the co-operation of a long period of time.

152Āp sabhī vāris baiṭhē hō nā  !

178All of you sitting here are heirs, are you not?

153Jō apnē kō samajhtē haĩ ham vāris haĩ , vah hāth uṭhāō , vāris haĩ  ?

179Those of you who consider yourselves to be heirs, raise your hands! 180Are you heirs?

154Achchhā , vāris haĩ tō āpkō full varsā pānā hai yā thōṛā  ?

181Achcha, if you are heirs, then are you going to receive the full inheritance or a little?

155Sabhī kahē̃gē full varsā pānā hai .

182All of you would say that you want a full inheritance.

156Tō full varsā hai 21 janm pūrē , ādi sē ant tak royal prajā nahī̃ , royal family mē̃ ānā .

183The full inheritance is 21 complete births from the beginning to the end. 184Not the royal subjects but come in the royal family.

157Rājya family mē̃ ānā .

185You have to come in the royal family.

158Takht par tō ēk hī baiṭhē̃gē nā , yugal baiṭhē̃gē .

186Only one will sit on the throne.

159Lēkin vahā̃ key|kī sabhā jab bhī lagtī hai tō royal family K|kē viśhēṣh nimitt ātmāyē̃ vah tājdhārī bankē baiṭhtē haĩ .

187A couple will sit on it, but when the court is held there, the special instrument souls of the royal family that sit there will be crowned.

160Binā tāj nahī̃ baiṭhtē haĩ . 161Aur her|har kārya mē̃ salāh , rāy dēnē vālē , aisē nahī̃ ki sirph vah rājya karēgā , sāth mē̃ rāy sē hī kartē haĩ isliē agar sampūrṇ varsā lēnā hai tō pahlē janm sē lēkē ant tak 21 janm pūrē , ādhē bhī nahī̃ , bīch mē̃ tō jānā nahī̃ hai , akālē mr̥iityu tō hōnā nahī̃ hai .

188They do not sit without a crown; and there will be those who are consulted about every task. 189It is not that just the one will rule; they do everything there with consultation and this is why, if you want to receive the full inheritance, then, from the first birth to the end - 21 full births, not even half: you are not going to go away mid-way. 190There is not going to be untimely death.

162Tō pūrā varsā lēnā hai ki thōṛē mē̃ khuśh hōnā hai  ?

191So, are you going to claim the full inheritance or become happy with just a little?

163Āpkī mātēśhvarī jagat ambā sadā yah lakṣhya rakhtī thī bāpdādā nē jō śhrīmat dī chāhē mansā , chāhē vāchā , chāhē karmaṇā , jō bhī śhrīmat dī|the vah hamē̃ karnā hī hai .

192Your Mateshwari Jagadamba always had the aim that whatever shrimat BapDada gave, whatever shrimat she had been given for thoughts, words and deeds, she definitely had to do it.

164Aisē pūrā varsā lēnē vālē yahī lakṣhya buddhi mē̃ rakhō ki achānak , ever ready aur bahut samay , tīnō̃ hī śhabda sāth mē̃ yād rakhō isliē bāpdādā kā sabhī āśhāō̃ K|kē dīpak bachchō̃ prati yahī vardān hai ki sadā yah tīnō̃ hī śhabda yād rakhkar sabhī āśhāō̃ K|kē dīpak bannē kā pratyakṣha sabūt dikhāō .

193Those who are going to claim the full inheritance should keep this aim in the intellect: suddenly, ever-ready and a long period of time. 194Remember these three things together. 195This is why BapDada’s blessing for all the children who are the lamps of hope is: Always remember these three things and show the practical proof of becoming the lamps of hope.

165Bāpdādā nē dēkhā bachchō̃ nē bhinn-bhinn prakār K|kē course banāyē haĩ .

196BapDada has seen that children have created various types of courses. 197It is good.

166Achchhā hai , bāpdādā mubārak dētē haĩ lēkin ab samay pramāṇ course kē bajāē force kā course karāō .

198BapDada is giving congratulations, but now, according to the time, instead of a course, give them a course of force.

167Aisā force kā course karāō jō vah ātmāyē̃ bāp K|kē sirph snēhī-sahayōgī nahī̃ banē̃ lēkin her|har śhrīmat kō pālan karnē vālī , sarv force bharnē vālī ātmā banē̃ , samīp kā ratna banē̃ .

199Give such a course of force that those souls do not just become loving and co-operative with the Father, but such a force that they become souls who follow every shrimat, so that they become souls who are filled with total force, that they become close jewels.

168Yah hō saktā hai  ?

200Is this possible?

169Abhī force kā course karāō kyōṅki bāpdādā dēkh rahē haĩ ki abhī prakr̥iti halchal mē̃ ā gaī hai isliē kōī na kōī kāraṇ sē prakr̥iti key|kī halchal apnā prabhāv dikhā rahī hai aur dikhātī rahēgī .

201Now, give a course of force. 202BapDada is seeing that the elements have come into upheaval and therefore, due to one reason or another, the elements are showing their impact and will continue to do so.

170Jō khyāl khvāb mē̃ bātē̃ nahī̃ haĩ vah practical dēkhtē chalē̃gē .

203You will continue to see in a practical way what you never thought or dreamt about.

171Tō prakr̥iti kō bhī satōpradhān banānā hai .

204So, you have to make the elements satopradhan.

172Abhī tō apnē-apnē prabhāv ḍāl rahī hai , isliē samay prati samay naī-naī bātē̃ hōtī rahtī haĩ .

205At the moment they are creating their own impact, and this is why new things continue to happen from time to time.

173Lēkin āp sab tō vāris hō nā  !

206However, all of you are heirs, are you not?

174Sirph snēhī sahyōgī nahī̃ vāris , full adhikārī .

207You are not just loving and co-operative; you are heirs, ones who have a full right.

175Hai  ?

208Are you this?

176Vāris haĩ nā  !

209You are heirs, are you not?

177Vāris hai  !

210You are heirs.

178Double foreigners bhī vāris haĩ nā  !

211Double foreigners are also heirs, are you not?

179Vāris hai  ?

212Are you heirs?

180Full varsā lēnē vālē . 181Adhūrā nahī̃ .

213You are those who are going to receive the full inheritance, not incomplete.

182Pāṇḍav full varsā lēnē vālē hō  ?

214Are the Pandavas those who are going to receive the full inheritance?

183Tō bāpdādā key|kī āśhā kā dīpak hū̃ , yahī yād rakhō .

215“I am a lamp of BapDada’s hopes.” 216Simply remember this!

184Smr̥iti divas par har ēk bachchā chāhē āyē haĩ , chāhē abhī nahī̃ āyē haĩ , chāhē dūr baiṭhē dil mē̃ samāyē huē haĩ , har ēk kō bāpdādā key|kī yah āgyā , bannā aur mānnā hai ki mujhē kabhī śhabda nahī̃ kahnā hai .

217On the Day of Remembrance, every child, whether he has come here or not, or is sitting far away merged in the heart, BapDada’s instruction for each one is: You have to become this and accept that you are never going to use the word “some time”.

185Abhī-abhī , kal bhī kisnē dēkhā , āj .

218It has to be right now! 219Who has seen tomorrow? 220Today!

186Jō karnā hai vah karnā hī hai , sōchnā nahī̃ .

221You have to do whatever you have to do; don’t think about it.

187Sōchē̃gē , karē̃gē , hō jāyēgā , yah bāp kō bhī dilāsā dētē haĩ .

222“I will think about it, I will do it, it will happen.” 223You reassure the Father in this way.

188Bābā āp khyāl nahī̃ karō ham samay par ṭhīk hō jāyēṅgē .

224“Baba, You don’t worry about it; we will be all right at that time.”

189Lēkin bāpdādā yahī chāhtē ki abhī-abhī kōī bhī paper ā jāē tō har ēk bachchā full pass hō jāē .

225However, BapDada’s desire is that if you were given a test paper right now, each of you children would pass fully.

190Hō saktā hai  ?

226Is this possible?

191Hō saktā hai  ?

227Is it possible?

192Full pass hōnā hai  ?

228Do you want to pass fully?

193Achchhā .

229Achcha.

194Sēvā kā turn bhōpāl zone kā hai  : bāpdādā kō har ēk zone key|kī sēvā kā umaṅg-utsāh dēkh khuśhī hōtī hai aur chance bhī sabhī achchhī tarah sē lētē rahtē haĩ kyōṅki jāntē hō ki sēvā kā mēvā miltā hai .

230Those who have come for the first time today, stand up. 231BapDada is giving many, many congratulations to those who have come for the first time and is also giving them the blessing: Be an intense effort-maker and, if you want, you can go ahead of all. 232You have BapDada’s blessing if you want to put this blessing into a practical form.

195Lēkin bāpdādā abhī fast āgē baṛhnē key|kī chāhnā rakhtē haĩ , iskē liē nirvighna zone , her|har zone mē̃ jitnē bhī sēvākēndra haĩ , upsēvākēndra haĩ lēkin her|har area mē̃ nirvighna sēvākēndra hō .

233For you to do this, BapDada is giving good news to those who want to come first: last so fast and fast so first. 234Eat this dilkhush sweet (happy heart toli). 235BapDada is happy that you have still come before the board of “too late” has been put up: this is a matter of great happiness. 236If you come in the front, all of us will be happy and will not say, “Why you and not us?”

196Har ēk mē̃ tīvr puruṣhārth key|kī lahar hō .

237No, you first! 238Achcha. 239You may sit down. 240You ate the dilkhush sweet.

197Achchhā .

241It is Bhopal’s turn to serve.

198Double vidēśhiyō̃ sē  : abhī bāpdādā nē jō iśhārā diyā , puruṣhārth kō tīvr karō .

242Seeing the zeal and enthusiasm of each zone for service, BapDada is pleased. 243All of you continue to take the chance very well because you know that you receive the nourishing fruit of service.

199Puruṣhārth nahī̃ , puruṣhārth kā samay gayā , abhī tīvr puruṣhārth kā samay hai .

244BapDada has a desire for all of you to move forward fast, to remain a zone that is free from obstacles.

200Aur kabhī-kabhī par nahī̃ ṭhaharō abhī . 201Abhī karnā hai , abhī bannā hai .

245However many centres and subcentres there are in each zone, each area should be a centre that is free from obstacles.

202Tō hōnā hī hai .

246Let there be a wave of intense effort in each one.

203Achchhā .

247Achcha.

204Chārō̃ ōr K|kē tīvr puruṣhārthī sadā umaṅg-utsāh sē kadam āgē baṛhānē vālē , jō sachchī dil sē kartē haĩ unkē mastak par vijay kā tilak bāpdādā dēkh rahē haĩ , sabhī kō niśhchay hai , naśhā hai tō ham vijayī haĩ , vijayī thē aur vijayī rahē̃gē , isliē har ēk K|kē mastak mē̃ bāpdādā vijay kā tilak dēkh rahē haĩ .

248Double foreigners: BapDada has now given a signal to make effort intense. 249Not just effort, because the time for making effort has gone and now it is time for making intense effort; and, do not let it be “at some time”, but “now!”. 250You have to do this now and become this now. 251So, it has to happen.

205Chārō̃ ōr K|kē snēhī bhī haĩ , āj amr̥itvēlē sē bahut-bahut snēh key|kī mālāyē̃ bāpdādā kē pās I|āī|eye aur bāpdādā āp sabhī bachchō̃ kō return mē̃ sadā vijayī bannē key|kī mālā ḍāl rahē haĩ .

252Achcha. 253To all the intense effort-makers everywhere who take a step forward with constant zeal and enthusiasm and who do everything with a true heart, BapDada is seeing the tilak of victory on their foreheads. 254All of you have faith and intoxication that you are victorious, you were victorious and you will remain victorious. 255This is why BapDada is seeing the tilak of victory on each one’s forehead.

206Tō chārō̃ ōr K|kē bachchē dēkh bhī rahē haĩ kyōṅki science nē yah sab sādhan āpkē liē bhī banāyē haĩ , jō kahā̃ bhī baiṭhē dēkh saktē hō , sun saktē hō , tō bāpdādā dēkh rahē haĩ , jagah-jagah par kaisē dēkh bhī rahē haĩ aur sun bhī rahē haĩ , tō chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō bāpdādā smr̥iti divas key|kī yādpyār dē rahē haĩ .

256You are loving to everyone. 257Today, garlands of love came to BapDada from amrit vela and, in return, BapDada is giving all of you children the garland of being constantly victorious. 258All the children everywhere are seeing this because science has created all these facilities for you so that, wherever you are sitting, you can see and hear. 259So, BapDada is seeing how you are seeing and hearing Baba at all the different places.

207Bāpdādā K|kē dil mē̃ her|har bachchā samāyā huā hai aur her|har bachchē key|kī dil mē̃ bāp samāyā hai , bāp key|kī dil mē̃ bachchā samāyā hai , tō mubārak hō , mubārak hō aur mubārak kē sāth namastē bhī .

260BapDada is giving love and remembrance for the day of remembrance to all the children everywhere. 261Each child is merged in BapDada’s heart and the Father is merged in each child’s heart. 262Children are merged in the Father’s heart. 263Congratulations, congratulations and together with the congratulations, namaste.

208* * * O m S h a n t i * * *

264*** Om Shanti ***