बुधवार 9 अगस्त 2017 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
009/08/17 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 09/08/17 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1' ' mīṭhē bachchē - ab yah purānā ghar chhōṛ bāp kē sāth chalnā hai isliē is ghar ( śharīr ) sē mamatva miṭātē jāō , apnē kō ātmā niśhchay karō ' '
1Essence: Sweet children, you now have to leave those old homes (bodies) and go back with the Father. 2Therefore, remove your attachment from those homes. 3Have the faith that each of you is a soul.
Question
2Praśhna : dēhī-abhimānī bachchō̃ K|kē mukh sē kaun sē śhabda nahī̃ nikalē̃gē ?
4Question: Which words do not emerge from the mouths of soul-conscious children?
Answer
3Uttar : mērē man kō śhānti kaisē milē ? 4Yah śhabda dēhī-abhimānī bachchō̃ K|kē mukh sē nahī̃ nikal saktē .
5Answer: How can I have peace of mind? 6These words cannot emerge from the mouths of soul-conscious children. 7Only those who are body conscious use these words because they don't have knowledge of souls.
5Dēh-abhimān vālē hī yah śhabda bōltē haĩ kyōṅki unhē̃ ātmā kā gyān hī nahī̃ hai .
8You know that the original religion of souls is peace. 9It is not a question of peace of mind.
6Tum jāntē hō ātmā kā svadharm hī śhānt hai . 7Man K|kē śhānti key|kī tō bāt hī nahī̃ .
10When a soul is stabilised in his original religion, the mind will become peaceful.
8Ātmā apnē svadharm mē̃ ṭik jāyē tō man śhānt hō jāyēgā . 9Ātmā sō paramātmā kahnē vālē is bāt kō samajh nahī̃ saktē .
11Those who say that the soul is the Supreme Soul aren't able to understand these things.
Song
10Gīt : marnā tērī galī mē̃ …
12Song: To live in Your lane and to die in Your lane.
Murli
11Ōm śhānti .
13Om shanti.
12Bachchē jāntē haĩ marnā kiskō kahā jātā hai .
14You children know what dying is.
13Ātmā śharīr sē alag hō jātī hai , unkō marnā kahā jātā hai .
15The soul becomes separated from the body. 16That is called dying.
14Yahā̃ bachchē jāntē haĩ ham jītē jī śharīr sē alag haĩ aur apnē parampitā paramātmā kē sāth unkē dhām jānē vālē haĩ .
17You children here know that you have become separated from your bodies while alive and that you are going back to the Supreme Father, the Supreme Soul, to His land.
15Jō ātmāyē̃ jā nahī̃ saktī haĩ unkō yōg sē pavitra banā rahē haĩ .
18He purifies souls, who are unable to go there, with yoga.
16Iskō kahā jātā hai knowledge .
19This is called knowledge.
17Rūh kō knowledge miltī hai .
20The spirits receive knowledge.
18Yah bachchē-bachchē kahnē vālā kaun hai ?
21Who says, "Child, child"?
19Parampitā paramātmā , jiskō sabhī bhagat yād kartē haĩ .
22The Supreme Father, the Supreme Soul, whom all devotees remember.
20Ātmā samajhtī hai patit-pāvan bāp mukti-jīvanmukti dēnē vālā hai .
23The soul understands that the Purifier Father is the One who gives you liberation and liberation-in-life.
21Unkō tō apnā śharīr hai nahī̃ .
24He doesn't have a body of His own.
22Yah loan liyā hai .
25He has taken this one on loan.
23Hamkō bhī yah chhōṛnā hai aur jiskā ghar hai unkō bhī chhōṛnā hai .
26You have to shed your bodies, and this one, whose home (body) this is, also has to leave it.
24Vaisē tum bachchō̃ kā bhī yah purānā ghar hai , inmē̃ khiṛakiyā̃ ādi sab haĩ .
27In fact, those are the old homes of you children too and they have everything; windows etc.
25Tō bāp kahtē haĩ bachchē yah purānā ghar sabkō chhōṛ dēnā hai .
28So, the Father says: Children, you all have to leave those old homes.
26Mērē sāth ghar chalnā hai , isliē jītē jī is ghar sē mamatva miṭātē jāō .
29You have to return home with Me. 30Therefore, remove attachment from those homes while alive.
27Apnē kō ātmā niśhchay karō aur bāp kō yād karō .
31Have the faith that each of you is a soul and remember the Father.
28Yah tō bachchē jāntē haĩ - dō chīzē̃ haĩ - jīv aur ātmā .
32You children know that there are two things: the bodily being and the soul.
29Manuṣhya jab duḥkhī hōtē haĩ tō jīvghāt kartē haĩ . 30Ātma-ghāt nahī̃ .
33When people experience sorrow, they commit suicide; it is not suicide of the soul.
31Ātmā jāntī hai , śharīr K|kē kāraṇ ātmā kō duḥkh hōtā hai , isliē unkō chhōṛnā chāhtī hai .
34A soul knows that he has sorrow because of the body and this is why he wants to leave his body.
32Tumhārī ātmā jāntī hai ki abhī ham duḥkhdhām mē̃ haĩ .
35You souls know that you are now in the land of sorrow.
33Yah śharīr bhī purānā ghar hai .
36This body is also an old home.
34Bābā nē samjhāyā hai - yah akāltakht hai jō chhōṛkar phir dūsrā lēnā hōtā hai .
37Baba has explained: That is the immortal throne that you have to shed and take another.
35Takht kē badlē ghar kahnā ṭhīk hai .
38Instead of calling it a throne, it is better to call it a home.
36Ghar mē̃ khiṛakiyā̃ ādi hōtī haĩ , isliē śharīr kō ghar kahā jātā hai .
39There are windows etc. in a home and this is why the body is called a home.
37Takht kē ūpar rājāī kī jātī hai .
40One rules a kingdom from the throne.
38Is samay tō duḥkhdhām hai .
41At this time, this is the land of sorrow.
39Hā̃ , yah jarūr hai ātmā kō ghar arthāt nayē śharīr mē̃ baiṭh phir siṃhāsan par baiṭh jānā hai .
42Yes, it is certain that the soul will have to sit at home, that is, in a new body and sit on the throne.
40Rājāī karnī hai .
43He has to rule the kingdom.
41Duniyā mē̃ aisā tō kōī nahī̃ jiskō bāp sē rājāī miltī hai , jab tak bāp na āyē tab tak bādśhāhī kaisē milē !
44No one in the world receives a kingdom from the Father. 45Until the Father came, how could anyone receive the sovereignty?
42Tum jāntē hō bābā hamkō śāhanaśāh banānē āyā huā hai .
46You know that Baba has come to make you into emperors.
43Jaisē rājāō̃ sē mahārājāyē̃ baṛē hōtē haĩ nā .
47Emperors are greater than kings.
44Tō bāp kahtē haĩ tumkō rājāō̃ kā rājā banāyā jātā hai .
48Therefore, the Father says: You are made into kings of kings.
45Tumhārī ātmā jāntī hai - yah purānā ghar chhōṛnā hai .
49You souls know that you have to shed your old homes.
46Ātmā kō pahlē satōpradhān ghar miltā hai .
50A soul first receives a satopradhan home.
47Satōpradhān guṇvān ātmā hai tō śharīr bhī aisē hī satōpradhān miltā hai .
51When a soul is satopradhan and virtuous, he receives a satopradhan body.
48Ātmā samajhtī hai , kaisē ham ātmā kō ghar miltā hai .
52You souls understand how you receive a home.
49Ūñch pavitra ātmāō̃ kō śharīr bhī aisē hī milēgā .
53Elevated, pure souls would also receive bodies like that.
50Pāvan banē̃gē tō pāvan ghar milēgā jarūr .
54If you become pure, you will definitely receive a pure home.
51Jab pāvan banānē vālā āyē tab tō ham pāvan banē̃ .
55Only when the One who purifies us comes can we become pure.
52Khud kahtē haĩ bachchē tum yād kartē thē , ab maĩ āyā hū̃ .
56He Himself says: Children, you used to remember Me and so I have now come.
53Kalp-kalp is śharīr mē̃ ākar yah yagya rachtā hū̃ .
57I enter this body every cycle and create this sacrificial fire.
54Inkā nām brahmā rakhnā paṛtā hai , inkō adopt kiyā jātā hai .
58I have to name this one Brahma. 59He is adopted.
55Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē tumnē buddhi sē sab kuchh purānī chījō̃ kā sanyās kar apnē kō ātmā niśhchay kiyā hai .
60While living at home, you have discarded everything old from your intellects and you now have the faith that you are souls.
56Abhī jītē jī sab sambandh tōṛnē haĩ .
61You now have to break all relationships while alive.
57Bāp kahtē haĩ tumhē̃ is purānī duniyā mē̃ rahnā nahī̃ hai .
62The Father says: You are no longer to stay in this old world.
58Samjhāyā jātā hai hamārī aim object hai nar sē nārāyaṇ vā manuṣhya sē dēvtā bannā vā svarg kī bādśhāhī pānā .
63It is explained that our aim and objective is to change from an ordinary man into Narayan, from a human being to a deity and to attain the sovereignty of heaven.
59Yah bhī samjhāyā hai ki manuṣhya sr̥iṣhṭi ēk hī hai , jō chakra lagātī hai , inkō jhāṛ bhī kahtē haĩ .
64It has also been explained that there is only one human world and it continues to turn. 65It is also called a tree.
60Baṛ K|kē jhāṛ sē bhēṇṭ kī jātī hai .
66It is compared to a banyan tree.
61Unkī āyu bahut baṛī hōtī hai .
67It has a long lifespan.
62Yah jhāṛ jab nayā hai tab ham dēvtāyē̃ hī rahtē haĩ .
68When this tree is new, only we deities live there. 69It has now become old.
63Abhī tō purānā hō gayā hai .
70Everyone in this world is poor.
64Ismē̃ sab garīb haĩ , pāī paisē kā vyāpār karnē vālē kō baniyā kahā jātā hai .
71Those who do business of just a few pennies are called small shopkeepers.
65Tum abhī baniyā sē śhāh bantē hō .
72From being small shopkeepers, you are now becoming emperors.
66Abhī tum gyān ratnō̃ kā vyāpār kartē hō .
73You are now doing business with the jewels of knowledge.
67Bāp sē ratna lē phir aurō̃ kō dētē hō .
74You are taking jewels from the Father and giving them to others.
68Ab tumhārī śhrēṣhṭh hīrē jaisī buddhi bantī hai .
75Your intellects are now becoming as elevated as diamonds.
69Tumhārā vyāpār hī hai gyān-ratnō̃ kā .
76Your business is with the jewels of knowledge.
70Gyān ratnō̃ kē bād phir vah ratna bhī tumkō athāh miltē haĩ .
77After receiving the jewels of knowledge, you also receive plenty of those jewels.
71Gāyā huā bhī hai - sāgar hīrē javāharō̃ key|kī thālī lē tumhārē āgē bhēṇṭ rakhtē haĩ .
78It is remembered that the ocean presents you with platefuls of jewels.
72Tum ab paṛhāī aur paṛhānē vālē kō jān gayē hō .
79You now know this study and the One who teaches it.
73Barōbar hamārā parampitā paramātmā gyān ratnō̃ kā sāgar hai , jiskō rūp-basant bhī kahā jātā hai .
80Truly, our Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of the Jewels of Knowledge. 81He is also called Rup-Basant.
74Ātmā gyān ratnō̃ kā mukh sē varṇan kartī hai .
82The soul speaks about the jewels of knowledge through the mouth.
75Tumhārā dhandhā hī yah hai .
83This is your business.
76Tum amr̥itvēlē uṭh yah gyān ratnō̃ kā dhandhā karō .
84Wake up at amrit vela and do business with the jewels of knowledge.
77Prabhāt achchhī hōtī hai .
85The early morning time is good.
78Kahtē haĩ - rām nām simar prabhāt mōrē man .
86It is said: O mind of mine, chant the name of Rama in the early morning.
79Yah ātmāō̃ nē kahā nā !
87Souls say this.
80Man-buddhi ātmā mē̃ hai .
88The mind and intellect are in the soul.
81Manuṣhya dēh-abhimān mē̃ rahtē haĩ tō kahtē haĩ man mērā śhānt nahī̃ hōtā hai . 82Jaisē ki śharīr mē̃ man hai .
89When people are body conscious, they say: My mind is not becoming peaceful, as though the mind is in the body.
83Parantu ātmā kahtī hai mērē man kō , buddhi kō gyān nahī̃ hai .
90However, the soul says: My mind and intellect do not have knowledge.
84Mujhē śhānti chāhiē .
91I want peace.
85Vah apnē kō ātmā samajhtē nahī̃ haĩ .
92They don't even consider themselves to be souls.
86Śhānt vā aśhānt ātmā hōtī hai .
93It is the soul that becomes peaceful or peaceless.
87Ātmā kahtī hai maĩ aśhānt ātmā hū̃ , maĩ śhānt ātmā hū̃ .
94The soul says: I am a peaceless soul. 95I am a peaceful soul.
88Dēh-abhimān vālā kahēgā - hamārē man kō śhānti kaisē milē ?
96Someone with body consciousness would ask: How can I have peace of mind?
89Man kyā hai ?
97What is the mind?
90Vah bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
98They don't even understand this.
91Ātmā kō śhānti miltī hai vā ātmā K|kē man kō ?
99Is it the soul that receives peace or the mind of the soul?
92Pahlē tō ātmā kō jānnā paṛē .
100First of all, you have to know the soul.
93Ātmā kā svadharm śhānt hai .
101The original religion of the soul is peace.
94Yah śharīr tumhārē organs haĩ .
102Those bodies are your organs.
95Insē chāhē kām lō|low , chāhē svadharm mē̃ ṭikō .
103You can use them if you want, or you can stabilise in your original religion.
96Sanyāsī bhī is bāt kō nahī̃ jāntē - vah tō kah dētē , ātmā sō paramātmā , paramātmā sō ātmā .
104Even sannyasis do not understand this. 105They simply say that the soul is the Supreme Soul and that the Supreme Soul is the soul.
97Parantu tākat kaisē milē jō śhānti mē̃ rah sakē̃ .
106However, how can they receive power so that they can remain peaceful?
98Jab bāp kō yād karē̃ tab hī tākat milē .
107Only when they remember the Father can they receive power.
99Sirph śhānti sē bhī kōī phāydā nahī̃ .
108There is no benefit in just receiving peace.
100Vah samajhtē haĩ ham ātmā sō paramātmā , ham ātmā paramātmā K|kē lōk mē̃ chalī jāyēṅgī aur kuchh bhī nahī̃ jāntē .
109They believe that souls are the Supreme Soul, that they will go to the land of the Supreme Soul. 110They don't know anything else. 111They forget rebirth.
101Punarjanma kō hī bhūl jātē haĩ .
112They have even forgotten about 84 births.
10284 janmō̃ kō bhī bhūl jātē haĩ .
113The Father explains to you personally.
103Bāp sammukh samjhātē haĩ , tum samajhtē hō ki abhī hamē̃ bāp K|kē galē kā hār bannā hai .
114You now understand that you have to become the garland around the Father's neck.
104Ham asul us bāp K|kē galē kā hār thē .
115Originally, we were the garland around the Father's neck.
105Ab nāṭak pūrā hōtā hai .
116The play is now coming to an end.
106Nāṭak mē̃ actor khēltē bhī rahtē haĩ aur time bhī dēkhtē rahtē haĩ . 107Abhī nāṭak pūrā hōtā hai , bākī itnā time hai .
117Actors continue to play their roles in a play and also continue to keep an eye on the clock: The play is now coming to an end and this much time remains.
108Time pūrā huā , sab actor ākar khaṛē hō jātē haĩ phir dress badalī kar ghar chalē jātē haĩ .
118When the time ends, all the actors come and stand on the stage. 119Then they change their costumes and return home.
109Hūbahū tumhārā bhī aisē hī part hai .
120Similarly, you too have the same part s.
110Bāp āyā hai lēnē liē .
121The Father has come to take you back.
111Yah praśhna hī nahī̃ uṭhtā - ātmāyē̃ vahā̃ hōṅgī vā nahī̃ .
122There is no question as to whether there will be souls there or not.
112Hamārā kām hai varsā lēnā .
123Our business is only to claim our inheritance.
113Jarūr ātmāyē̃ hōṅgī tab tō ātī rahtī haĩ , vr̥iddhi kō pātī rahtī haĩ .
124Surely, souls would be there. 125That is why they continue to come down. 126They continue to grow in number here.
114Abhī bhī ātī rahtī haĩ nā , tab tō birth control ādi kartē haĩ .
127Even now, they are continuing to come down. 128That is why people try to have birth control etc.
115Ātmāō̃ kō vahā̃ sē stage par ānā hī hai phir birth control kyā karē̃gē .
129Souls have to come onto the stage from there and so what’s the point of birth control?
116Jō kuchh bacī-khucī ātmāyē̃ haĩ sab āyēṅgī isliē tō vr̥iddhi hōtī rahtī hai .
130All the souls that still remain up there will also come down and this is why the population continues to increase.
117Vr̥iddhi hōnī hī hai .
131Expansion has to take place.
118Yah tum bachchō̃ kō patā hai jō kuchh pichhāṛī vālē rahē huē hōṅgē vah ātē jāyēṅgē , jaisē machchhar dēkhō rāt kō āyē aur subah kō dēkhō tō sab marē huē hōṅgē .
132You children know that all souls who are there will continue to come here till the end. 133Look at insects: they are born at night and are dead by the morning.
119Parantu unkā kōī hisāb-kitāb thōṛēhī hai .
134However, there is no account of them.
120Yah jō baṛē-baṛē science-dān haĩ vah kitnā māthā mārtē rahtē haĩ - khōj kartē rahtē haĩ .
135All the great scientists beat their heads so much and continue to do research.
121Jaisē gyān key|kī ūñchāī hai tō māyā bhī cum|kam nahī̃ hai .
136Just as there is the greatness of knowledge, Maya too is no less.
122Dēkhō , āsurī mat par kyā-kyā banā rahē haĩ .
137Look at what they are creating by following devilish dictates.
123Śhrīmat kyā kahtī hai aur science vālē kyā kartē rahtē haĩ .
138What does shrimat say and what do scientists continue to do?
124Sukh bhī hai tō in chījō̃ sē vināśh bhī hōnā hai .
139Those things give happiness but they will also bring about destruction.
125Science aur silence .
140Science and silence.
126Tum sadaiv bāp kō yād kartē rahtē hō silence mē̃ .
141You constantly continue to remember the Father in silence. 142They have so much pride in science.
127Unkō phir science kā kitnā ghamaṇḍ hai .
143They invent aeroplanes and explosives etc.
128Kitnē aeroplane , bārūd ādi haĩ .
144Silence becomes victorious over science.
129Science par silence key|kī vijay hōtī hai . 130Kaī kahtē haĩ man jītē jagatjīt parantu māyā jītē jagatjīt kah saktē haĩ .
145Some say that when you conquer the mind, you conquer the world but, in fact, you can say: When you conquer Maya, you can conquer the world.
131Ātmā aśharīrī hō bāp kē pās chalī jāyēgī .
146Souls will become bodiless and go to the Father.
132Kahtē haĩ man mē̃ saṅkalp vikalp na āyē̃ .
147It is said: You should not have any ordinary or sinful thoughts in your mind.
133Bāp kahtē haĩ yah tō jarūr āyēṅgē .
148The Father says: These will definitely come.
134Māmēkam yād karō .
149Constantly remember Me alone.
135Ham ātmā apnē silence home , muktidhām mē̃ jātī haĩ .
150We souls are going to our silence home, the land of liberation.
136Piyarghar jātī haĩ .
151We are going to our Parent’s home.
137Buddhi mē̃ yahī rahtā hai - bābā āyā hai hamkō lē jāyēṅgē .
152It is in your intellects that Baba has come and will take us back with Him.
138Guide bābā hī hai .
153Baba alone is our Guide.
139Kahtē haĩ mērē lāḍlē bachchē maĩ tumkō sāth lē jāūṅgā .
154He says: My beloved children, I will take you back with Me. 155No one has seen the way home.
140Kōī nē bhī ghar kā rāstā nahī̃ dēkhā hai .
156If even one had seen it, many others would then also be able to see it.
141Agar ēk nē dēkhā hō tō bahut dēkh lē̃ .
157They would teach others how to go there.
142Vah jānā bhī sikhalāvē̃ . 143Yahā̃ sē manuṣhya taṅg hōkar kahtē haĩ jāyē̃ .
158People are distressed here and so they say that they want to leave here.
144Satyug mē̃ aisē thōṛēhī kahē̃gē .
159You wouldn't say this in the golden age.
145Sukhdhām kō hī sab yād kartē haĩ .
160Everyone remembers the land of happiness.
146Bāp kahtē haĩ maĩ sabkō lē jāūṅgā - machchharō̃ K|kē sadr̥iśhya .
161The Father says: I will take everyone back home with Me, like a swarm of insects.
147Vah sirph kah dētē haĩ bauddh key|kī ātmā nirvāṇdhām gaī .
162They simply say: The soul of Buddha went to the land of nirvana.
148Agar vah chalā gayā tō bākī sab unkī itnī vaṅśhāvalī kaisē jāyēgī .
163If he went away, how would all the souls of his dynasty then go there?
149Kōī jā nahī̃ saktē haĩ .
164No one can go there. 165I can go there.
150Maĩ tō jā saktā hū̃ nā .
166I come here only to take you back.
151Maĩ ātā hī hū̃ lē jānē kē liē .
167There are so few people in the golden age.
152Satyug mē̃ tō kitnē thōṛē hōtē haĩ .
168At this time, there are so many souls; they are like insects.
153Is samay tō ātmāyē̃ kitnī athāh haĩ . 154Machchharō̃ sadr̥iśhya haĩ nā .
169It is the duty of the Father alone to take everyone back.
155Sabkō lē jānā ēk bāp kā hī kām hai . 156Bāp kahtē haĩ mērē galē kā hār bannē sē phir viṣhṇu K|kē galē kā hār banē̃gē .
170The Father says: By becoming the garland around My neck, you will also become the garland around the neck of Vishnu.
157Girē̃gē bhī pahlē .
171It is you who will fall down first.
158Vah pujārī bantē haĩ tab rāvaṇ K|kē galē kā hār bantē haĩ .
172When they become worshippers, they become the garland around Ravan’s neck.
159Ākhrīn yah hālat hō jātī hai .
173This becomes your condition by the end.
160Tum jāntē hō ham ādhākalp sukh mē̃ aur ādhākalp duḥkh mē̃ rahtē haĩ .
174You know that you have happiness for half the cycle and sorrow for half the cycle.
161Rāvaṇ K|kē galē kā hār pahlē-pahlē dēvī-dēvtā dharm vālē bantē haĩ phir aur dharm vālē āyēṅgē , vah bhī rāvaṇ K|kē galē kā hār banē̃gē .
175Those of the deity religion are the first ones to become the garland around Ravan's neck and then those of other religions come down. 176They too become the garland around Ravan’s neck.
162Ant mē̃ sabhī rāvaṇ K|kē galē kā hār ban jātē haĩ .
177At the end everyone becomes the garland around the neck of Ravan.
163Yah drama kā khēl aisā banā huā hai jō sivāē bāp K|kē aur kōī samjhā na sakē .
178The play of the drama is created in such a way that no one, apart from the Father, can explain it to you.
164Points tō bahut miltī haĩ nā samjhānē kē liē .
179You receive many points to explain to others.
165Nutshell mē̃ kahā jātā hai ēk bāp kō yād karō .
180In a nutshell, it is said: Remember the one Father.
166Patit duniyā kō kaisē pāvan banātē haĩ aur phir galē kā hār pahlē-pahlē kaun bantē haĩ , yah buddhi mē̃ rahnā chāhiē .
181It should remain in your intellects how the impure world becomes pure and then who first becomes the garland around the neck.
167Barōbar ham asul mē̃ apnē bāp K|kē galē key|kī mālā haĩ phir bābā hamkō sūryavanśhī , chandravanśhī banātē haĩ .
182Truly, we are originally the garland around the Father's neck and then Baba makes us part of the sun dynasty and the moon dynasty.
168Phir rāvaṇ kā rājya hōtā hai .
183It then becomes Ravan’s kingdom.
169Yah sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai - tum jāntē hō number-vār .
184You know, numberwise, how the world cycle continues to turn.
170School mē̃ sab subject mē̃ 100 marks tō kōī nahī̃ lētē haĩ .
185In a school, no one receives 100% marks in all subjects.
171Hā̃ , kōī ēk subject mē̃ 100 marks mil saktī haĩ .
186Yes, it is possible to claim 100% marks in one subject.
172Ismē̃ bhī marks haĩ .
187There are marks in this too.
173Daivīguṇ dhāraṇ karnā kitnī baṛī subject hai .
188To imbibe divine virtues is such a big subject.
174Sārē chakra kā rāz bhī samjhānā hai .
189You also have to explain the secrets of the whole cycle.
175Kōī mē̃ guṇ cum|kam haĩ , murlī achchhī chalātē haĩ . 176Number-vār tō hōtē hī haĩ nā .
190Some don't have that many virtues, but they conduct the murli very well; they are numberwise.
177Jō pās|pass hōtē haĩ vah galē kā hār bantē haĩ .
191Those who pass become the garland around the neck.
178Bāp tō perfect hai , un jaisā perfect kōī hō nahī̃ saktā .
192The Father is perfect. 193No one else can be as perfect as He is.
179Vah tō janm-maraṇ mē̃ ātā hī nahī̃ hai .
194He doesn't enter birth and rebirth.
180Tumhārī buddhi mē̃ kitnī naī-naī points haĩ jō aur kōī key|kī buddhi mē̃ baiṭh nahī̃ saktī haĩ .
195Your intellects have so many new points which cannot sit in the intellect of anyone else.
181Yah hai god fatherly university , bhagvānuvāch maĩ rājyōg sikhlātā hū̃ .
196This is the God f atherly University. 197God speaks: I teach you Raja Yoga.
182Samajh mē̃ ātā hai - bhārat kitnā amīr thā , abhī garīb hai .
198You understand how wealthy Bharat used to be and that it is now poor.
183Prāchīn bhārat baṛā sāhūkār thā , unkō paradise kahtē haĩ .
199Ancient Bharat was very wealthy; it was called Paradise.
184Ghar mē̃ kōī achchhē kul K|kē hōtē haĩ , garīb ban jātē haĩ tō un par taras paṛtā hai .
200When someone of an elevated clan becomes poor, people feel mercy for him.
185Kahē̃gē bichārā kitnā gir gayā .
201They would say: That poor person has fallen so much.
186Phir unkō chaṛhānē key|kī kōśhiśh kartē haĩ .
202They then try to uplift him.
187Kriściyan lōgō̃ nē bhārat K|kē paisē bahut liyē haĩ , us dhan sē khud sāhūkār banē haĩ .
203Christians have taken a lot of wealth from Bharat. 204They have become wealthy from that wealth.
188Bhārat garīb hō gayā hai tō phir madad bhī dēgē nā . 189Loan K|kē hisāb sē madad dētē haĩ .
205Bharat has become poor and so they would of course help; they help by giving loans.
190Tum jāntē hō kyā hisāb-kitāb hai .
206You know what the karmic account is.
191Kōī achchhē haĩ tō vah samajhtē haĩ - yah sab lēn-dēn kā hisāb khatm hōtā hai .
207Those who are good say that the karmic account is being settled.
192Parantu prērak kaun hai , yah kōī nahī̃ samajhtē .
208However, they don't know who is inspiring all of this.
193In bātō̃ kō abhī tum samajhtē hō .
209You now understand these things.
194Bhārat religious thā tō kitnī might thī , sārē viśhva K|kē mālik thē .
210When Bharat was religious, it had so much might: it was the master of the whole world.
195Pahlā dharm dēvī-dēvtā hai jō bāp sthāpan kartē haĩ .
211The foremost religion is the deity religion, which the Father establishes.
196Ab sabsē girā huā hai tō jarūr unkō madad karē̃gē .
212Now that it (Bharat) has fallen the most, it definitely receives help.
197Jab laṛāī śhurū hōgī tō khud laṛtē bhī rahē̃gē , madad bhī kartē rahē̃gē .
213When the war begins, they will continue to fight among themselves and also continue to help.
198Ab bhī dēkhō dētē rahtē haĩ , nahī̃ tō bhārat bhūkh mar jāyē .
214Even now, they continue to give. 215Otherwise, Bharat would starve to death.
199Parantu kabhī aisē huā nahī̃ hai .
216However, that has never happened.
200Calamities bhī ātī rahē̃gī .
217Calamities will also continue to come.
201Laṛāī tab lagēgī jab paṛhāī pūrī hō jāē .
218The war will begin when your studies have been completed.
202Abhī tō paṛhāī chal rahī hai nā .
219Your studies are now still continuing.
203Bābā kō paṛhānā hai .
220Baba has to teach you.
204Brahmā dvārā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā hō rahī hai .
221The original eternal deity religion is now being established through Brahma.
205Achchhā !
222Achcha.
206Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
223To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
207Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
224The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
208Dhārṇā kē liē mukhya sār :
225Essence for dharna:
2091 ) amr̥itvēlē uṭh gyān ratnō̃ kā dhandhā karnā hai .
226 1. Wake up at amrit vela and do business with the jewels of knowledge.
210Rūp-basant ban paṛhāī paṛhnī aur paṛhānī hai .
227Become rup and basant, study and teach others.
2112 ) bāp kē sāth vāpis ghar jānā hai , isliē pavitra bannā hai .
228 2. You have to return home with the Father. 229Therefore, become pure.
212Aśharīrī ban , bāp kī yād mē̃ rah silence bal sē science par vijay pānī hai .
230Become bodiless, stay in remembrance of the Father and gain victory over science with the power of silence.
Blessing
213Vardān : divya buddhi dvārā sadā divyatā kō grahaṇ karnē vālē saphaltāmūrt bhav
231Blessing: May you be an image of success who with your divine intellect constantly imbibes divinity.
214Bāpdādā dvārā janm sē hī her|har bachchē kō divya buddhi kā vardān prāpt hōtā hai , jō is divya buddhi K|kē vardān kō jitnā kārya mē̃ lagātē haĩ utnā saphaltāmūrt bantē haĩ kyōṅki her|har kārya mē̃ divyatā hī saphaltā kā ādhār hai .
232 Every child received from BapDada at birth the blessing of a divine intellect. 233To the extent that you use that divine intellect, accordingly you become an image of success because the basis of success in every task is divinity.
215Divya buddhi kō prāpt karnē vālī ātmāyē̃ adivya kō bhī divya banā dētī haĩ .
234Souls who have attained divinity make something that is not divine, divine.
216Vah her|har bāt mē̃ divyatā kō hī grahaṇ kartī haĩ .
235Such souls imbibe divinity in every situation.
217Adivya kārya kā prabhāv divya buddhi vālō̃ par paṛ nahī̃ saktā .
236Those who have divine intellects cannot be influenced by any task that is not divine.
Slogan
218Slōgan : svayã kō mēhmān samajhkar rahō tō sthiti avyakt vā mahān ban jāyēgī .
237Slogan: Consider yourself to be a guest and your stage will become avyakt and great.
238*** Om Shanti ***