रविवार 5 नवंबर 2017 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

005/11/17 madhuban " avyakt-bāpadād " ' ōm śhānti 24-02-83

0 05/11/17 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 24/02/83

1Dilārām bāp kā dilrūbā bachchō̃ sē milan

1The Father, the Comforter of Hearts, meeting the beloved children.

2Āj viśhēṣh milan manānē kē liē sadā umaṅg-ullās mē̃ rahnē vālē bachchō̃ sē milnē kē liē āyē haĩ .

2Today, Baba has come to celebrate a special meeting with the children who maintain constant zeal and enthusiasm.

3Din rāt yahī saṅkalp rahtā hai ki milan manānā hai .

3Day and night, you have the thought of just celebrating a meeting.

4Ākār rūp mē̃ bhī milan manātē phir bhī sākār rūp dvārā milnē key|kī śhubh āśhā sadā hī rahtī hai , sab din gintī kartē rahtē ki āj hamkō milnā hai , yah saṅkalp her|har bachchē kā bāpdādā kē pās pahuñchtā rahtā hai aur bāpdādā bhī yahī respond dēnē kē liē her|har bachchē kō yād kartē rahtē haĩ isliē āj murlī chalānē nahī̃ lēkin milnē kā sakãlpa pūrā karnē āyē haĩ .

4You do celebrate a meeting in the subtle form but, nevertheless, there is constantly the pure desire to celebrate a meeting in the corporeal form. 5You all continue to count the days till when it will be your turn to meet Baba. 6This thought of each one of you children reaches BapDada and BapDada continues to remember each of you children in order to give you the response of that. 7This is why, today, Baba hasn’t come to speak a murli, but to fulfil your thought of celebrating a meeting.

5Kōī-kōī bachchē dil hī dil mē̃ mīṭhē-mīṭhē ulhanē̃ bhī dētē haĩ ki hamē̃ tō bōl dvārā mulākāt nahī̃ karāī .

8Some children have sweet complaints in their hearts that they didn’t have a meeting with Baba through words.

6Bāpdādā bhī harēk bachchē sē dil bhar-bhar K|kē milnē chāhtē haĩ .

9BapDada also wants to meet each of you children to your heart’s content.

7Lēkin samay aur mādhyam kō dēkhnā paṛtā hai .

10However, time and the bodyhave to be considered.

8Ākārī rūp sē ēk hī samay par jitnē chāhē̃ jitnā samay chāhē̃ utnā samay aur utnē sab mil saktē haĩ uskē liē turn ānē key|kī bāt nahī̃ hai .

11In the subtle form, many can meet Baba at the same time for as long as they want, and there is no question of having turn s in that.

9Lēkin jab sākār sr̥iṣhṭi mē̃ , sākār tan dvārā milan hōtā hai tō sākārī duniyā aur sākār śharīr K|kē hisāb kō dēkhnā paṛtā hai .

12However, when it is the meeting through the corporeal body in the corporeal world, everything has to be considered according to the corporeal world and the corporeal body.

10Ākārī vatan mē kabhī din mukarar hōtā hai kyā ki phalānā group phalānē din milēgā vā ēk ghaṇṭē kē bād , ādhā ghaṇṭē kē bād milnē kē liē ānā .

13Is there a fixed day in the subtle region, that such-and-such a group will meet on that day or that you should come to meet Baba after an hour or half an hour?

11Yah bandhan āpkē vā bāp K|kē sūkṣhmavatan mē̃ sūkṣhma śharīr mē̃ nahī̃ hai .

14There is no bondage of this in the subtle region and the subtle body, that is yours and the Father’s.

12Ākārī rūp sē milan manānē K|kē anubhavī hō nā .

15You are all experienced in celebrating a meeting in the subtle form, are you not?

13Vahā̃ tō bhal sārā din baiṭh jāō , kōī uṭhāyēgā nahī̃ yahā̃ tō kahē̃gē abhī pīchhē jāō , abhī āgē jāō .

16Even if you sit there for the whole day, no one would ask you to get up. 17Here, you are told: Now, go back! 18Or, now, come to the front!

14Phir bhī dōnō̃ milnā mīṭhā hai .

19However, both forms of meeting are sweet.

15Āp double vidēśhī bachchē vā dēśh mē̃ rahnē vālē bachchē jō sākār rūp mē̃ drama anusār pālnā vā practical svarūp nahī̃ dēkh pāyē haĩ .

20According to the drama, you double-foreign children and you children who live in this land, were not able to experience the practical form of sustenance through the physical form.

16Aisē bahut samay sē ḍhūṇḍhnē par phir sē ākar milē huē bachchō̃ kō brahmā bāp bahut yād kartē haĩ .

21Brahma Baba continues to remember all the children who have been searching for a long time and have now come and met Baba.

17Brahmā bāp aisē sikīladhē bachchō̃ kā viśhēṣh guṇgān kartē haĩ ki āyē bhal pīchhē haĩ lēkin ākār rūp dvārā bhī anubhav sākār rūp kā kartē haĩ , aisē anubhav K|kē ādhār sē bōltē haĩ ki hamē̃ aisā nahī̃ lagtā ki sākār kō hamnē nahī̃ dēkhā .

22Brahma Baba sings special praise of such long-lost and now-found children. 23You may have come late, but you still have the experience of the corporeal form through the subtle form. 24On the basis of such experiences you say that you don’t feel as though you haven’t met the corporeal form.

18Sākār mē̃ pālnā lī hai aur ab bhī lē rahē haĩ .

25You have taken sustenance through the corporeal form and are even now receiving it.

19Tō ākār rūp mē̃ sākār kā anubhav karnā yah buddhi key|kī lagan kā , snēh kā pratyakṣha svarūp hai .

26To experience the corporeal form through the subtle form is the practical proof of the love in your intellect.

20Aisē lagtā hai ākār mē̃ bhī sākār kō dēkh rahē haĩ .

27You feel as though you are seeing the corporeal form in the subtle form.

21Aisē anubhav kartē hō nā .

28You experience this, do you not?

22Tō yah bachchō̃ key|kī buddhi K|kē chamatkār kā sabūt hai .

29This is the proof of the miracle of the children’s intellects.

23Aur dilārām bāp K|kē samīp dilārām K|kē dilrūbā bachchē haĩ , yah sabūt hai . 24Dilrūbā bachchē hō nā .

30It proves that the beloved children of the Father, the Comforter of Hearts, are close to the Comforter of Hearts.

25Dil rūbā par sadā kyā gīt bajtā hai  ?

31You are My beloved children, are you not?

26Vāh bābā , vāh mērā bābā .

32What song is constantly sung to the Beloved?

27Bāpdādā her|har bachchē kō yād kartē haĩ .

33Wah Baba! 34Wah my Baba! 35BapDada remembers every child.

28Aisē nahī̃ samajhnā inkō yād kiyā , mērē kō patā nahī̃ yād kiyā vā nahī̃ .

36Don’t think: “Baba remembered so-and-so. 37I don’t know whether He remembered me or not.

29Insē jyādā pyār hai mērē sē cum|kam pyār hai , nahī̃ .

38He has more love for that one and less love for me.” 39No!

30Āp sōchō 5 hajār varṣh kē bād bāpdādā kō bichaṛē huē bachchē milē haĩ tō 5 hajār varṣh kā ikaṭṭhā pyār her|har bachchē kō milēgā nā .

40Just think about it: BapDada has found you children 5000 years after you had become separated. 41Therefore, all the children will receive the love that has accumulated over 5000 years, will you not?

31Tō 5 hajār varṣh kā pyār 5-6 varṣh mē̃ yā 10-12 varṣh mē̃ dēnā tō kitnā stock thōṛē samay mē̃ dēgē .

42He has to give you the love of 5000 years in just 5 – 6 years or in 10 – 12 years. 43Therefore, He gives you so much stock in such a short time!

32Jyādā sē jyādā dē̃ tab tō pūrā hō .

44Only when He gives you the maximum is He able to give fully.

33Itnā pyār kā stock harēk bachchē kē liē bāp kē pās hai . 34Pyār kam hō nahī̃ saktā .

45The Father has such a stock of love for every child that that love can never diminish.

35Dūsrī bāt ki bāpdādā sadā bachchō̃ key|kī viśhēṣhtā dēkhtā . 36Chāhē kōī samay bachchē māyā K|kē prabhāv kāraṇ thōṛā ḍagmag hōnē kā khēl bhī kartē haĩ .

46Secondly, BapDada constantly sees the specialities of the children, even if the children sometimes play games of fluctuation under the influence of Maya.

37Phir bhī bāpdādā us samay bhī usī nazar sē dēkhtē ki yah bachchā āyā huā vighna lagan sē pār kar phir bhī viśhēṣh ātmā ban viśhēṣh kārya karnē vālā hai .

47Nevertheless, BapDada sees every child with the vision that the child will overcome with love the obstacle that has come and become a special soul and carry out a special task.

38Vighna mē̃ bhī lagan rūp kō hī dēkhtē haĩ tō pyār cum|kam kaisē hōgā  !

48Even in the obstacle, He sees your form of love. 49So, how could this love reduce?

39Harēk bachchē sē jyādā sē jyādā sadā pyār hai aur her|har bachchā sadā hī śhrēṣhṭh hai . 40Samjhā .

50He constantly has the maximum love for every child and every child is constantly elevated.

41Party sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt

51Do you understand? 52 BapDada meeting groups:

42New York  : bāp kā bannā arthāt viśhēṣh ātmā bannā .

53 New York: To belong to the Father means to become a special soul.

43Jab sē bāp K|kē banē us ghaṛī sē viśhva K|kē andar sarv sē śhrēṣhṭh gāyan yōgya aur pūjyanīy ātmā banē .

54From the moment you belonged to the Father, you became the most elevated souls in the world and are remembered as worthy of praise and worthy of worship.

44Apnī mānyatā , apnā pūjan phir sē chaitanya rūp mē̃ dēkh bhī rahē hō aur sun bhī rahē hō .

55You also see and hear about your worthiness in terms of your respect and worship in the living form once again. 56Do you experience this?

45Aisē anubhav kartē hō  ? 46Kahā̃ bhārat aur kahā̃ America lēkin bāp nē kōnē sē chunkar ēk hī bagīchē mē̃ lāyā .

57There is such a vast difference between Bharat and America, and yet the Father selected you from the different corners and brought you into the one garden.

47Abhī sab kaun hō  ?

58Who are all of you now?

48Allāh K|kē bagīchē K|kē rūhē gulāb .

59You are the spiritual roses of Allah’s garden.

49Yah tō nām lēnā paṛtā hai phalānā dēśh , phalānā dēśh , vaisē ēk hī bagīchē K|kē , ēk hī bāp key|kī pālnā mē̃ ānē vālē , rūhē gulāb hō .

60It has to be said: Such-and-such a country but, in fact, all of you are spiritual roses from the one garden who are sustained by the one Father.

50Abhī aisē mahsūs hōtā hai nā ham sab ēk K|kē haĩ . 51Aur ham sab ēk rāstē par ēk mañjil par jānē vālē haĩ .

61Now, do you feel that all of you belong to the One and that all of you are walking along the same path to the same destination?

52Bāp bhī harēk kō dēkh harṣhit hōtē haĩ .

62The Father is also pleased to see each one of you.

53Sabkī śhubh bhāvnā , sabkē sēvā key|kī athak lagan nē dr̥iṛh saṅkalp nē pratyakṣha sabūt diyā .

63The good wishes of all and the tireless love of everyone’s service gave the visible fruit of everyone’s determined thoughts.

54Chārō̃ ōr K|kē umaṅg-utsāh K|kē sahyōg nē result achchhī dikhāī hai .

64The zeal, enthusiasm and co-operation from all directions have brought about a very good result.

55Bāhar kā āvāj bhārat vālō̃ kō jagāyēgā , isliē bāpdādā mubārak dētē haĩ .

65The sound from outside (abroad) will awaken the people of Bharat. 66This is why BapDada is congratulating you.

562 ) bārabēḍōj  : bāpdādā sadā bachchō̃ kō number one bannē kā sādhan batātē haĩ .

67 Barbados: BapDada constantly shows you children the way to become number one children.

57Chāhē kitnā bhī kōī pīchhē āyē lēkin āgē jākar number one lē saktā hai .

68No matter how late any of you have come, as you make progress, you can claim number one.

58Aisē tō nahī̃ sōchtē hō patā nahī̃ hamārā ūñchā part hōgā yā nahī̃ , ham āgē kaisē jāyēṅgē .

69You don’t think whether you will have an elevated part or not, do you? 70You don’t ask how you will be able to move forward, do you?

59Bāpdādā kē pās chāhē pīchhē ānē vālē hō̃ , chāhē kis bhī dēśh K|kē hō̃ , chāhē kis bhī dharm K|kē hō̃ , kis bhī mānyatā K|kē hō lēkin sabkē liē ēk hī full adhikār hai .

71Whether you are those who came late, whatever country or religion you belong to, whatever belief you have, all of you have the same full right. 72The Father is One, and so all of you have the same right.

60Bāp ēk hai tō hak bhī ēk jaisā hai .

73It is just a matter of courage and deep love.

61Sirph himmat aur lagan key|kī bāt hai .

74Never lose your courage!

62Kabhī bhī himmathīn nahī̃ bannā . 63Chāhē kōī kitnā bhī dilśhikasta banāē , kahē patā nahī̃ āpkō kyā huā hai , kahā̃ chalē gayē hō lēkin āp unkī bātō̃ mē̃ nahī̃ ānā .

75No matter how disheartened someone tries to make you or whether someone says: “I don’t know what has happened to you or where you got lost”, don’t get caught up in their matters.

64Pakkā jān pahchān kar saudā kiyā hai nā  ! 65Ham bāp K|kē , bāp hamārā .

76After careful consideration, you made a firm deal that you belong to the Father and the Father belongs to you.

66Bāp her|har bachchē kō adhikārī ātmā samajhtē haĩ .

77The Father considers every child to be a soul who has all rights.

67Jitnā jō lē uskē liē kōī rūkāvaṭ nahī̃ .

78However much you want to take, there is no obstruction to that.

68Abhī kōī sīṭsa book nahī̃ huī haĩ .

79None of the seats are booked as yet.

69Abhī sab seat khālī haĩ .

80All the seats are still empty.

70Sīṭī bajī hī nahī̃ hai isliē himmat rakhtē rahē̃gē tō bāp bhī padamguṇā madad dētē rahē̃gē .

81The whistle has not yet been blown, and this is why if you continue to maintain courage, the Father gives you multimillion-fold help.

713 ) Canada  : sadā uṛtī kalā mē̃ jānē kā ādhār kyā hai  ?

82 Canada: What is the basis of flying constantly in the flying stage?

72Double light .

83Being double light.

73Tō sadā uṛtē pañchhī hō nā .

84You are birds who constantly fly, are you not?

74Uṛtā pañchhī kabhī kiskē bandhan mē̃ nahī̃ ātā .

85A flying bird is never bound to anyone.

75Nīchē āyēṅgē tō bandhan mē̃ badhēṅgē isliē sadā ūpar uṛtē rahō .

86When they come down, they are tied in bondage. 87Therefore, always continue to fly up above.

76Uṛtē pañchhī arthāt sarv bandhanō̃ sē mukt , jīvan mukt .

88A flying bird means to be free from all bondage and to be liberated in life.

77Canada mē̃ science bhī uṛnē key|kī kalā sikhātī hai nā .

89In Canada, science also teaches the art of flying, do they not?

78Tō Canada nivāsī sadā hī uṛtē pañchhī haĩ .

90So, the residents of Canada are constantly flying birds.

794 ) sainaphrāsisakō  : sabhī apnē kō viśhva K|kē andar viśhēṣh part bajānē vālē hero actor samajhkar part bajātē hō  ?

91 San Francisco: Do all of you play your part s whilst considering yourselves to be hero actors who play a special part in the world? 92(Sometimes.)

80 ( kabhī-kabhī ) bāpdādā kō bachchō̃ kā kabhī-kabhī śhabda sunkar āśhcharya lagtā hai . 81Jab sadā bāp kā sāth hai tō sadā uskī hī yād hōgī nā .

93BapDada is amazed when He hears the children say, “Sometimes”. 94Since you have the constant company of the Father, you would also have constant remembrance of Him.

82Bāp K|kē sivāē aur kaun hai jiskō yād kartē hō .

95Apart from the Father, who else do you remember?

83Aurō̃ kō yād kartē-kartē kyā pāyā aur kahā̃ pahũchē , iskā bhī anubhav hai .

96You have experienced what you attained by remembering others and where that led you.

84Jab yah bhī anubhav kar chukē tō ab bāp K|kē sivāē aur yād ā hī kyā saktā  !

97Since you have already experienced this, what else other than the Father can you remember?

85Sarv sambandh ēk bāp sē anubhav kiyā hai yā kōī rah gayā hai  ?

98Have you experienced all relationships with the one Father or is there any relationship still missing?

86Jab ēk dvārā sarv sambandh kā anubhav kar saktē hō tō anēk taraph jānē key|kī āvaśhyaktā hī nahī̃ .

99When you are able to experience all relationships with the One, there is no need to go in any other direction.

87Iskō hī kahā jātā hai ēk bal ēk bharōsā . 88Achchhā .

100This is called one Strength and one Support.

89Sabhī nē achchhī mēhnat kar viśhēṣh ātmāō̃ kō samparka mē̃ lāyā , jinhōnnē bhī sēvā mē̃ sahyōg diyā us sahyōg kā rirṭan anēk janmō̃ tak sahyōg prāpt hōtā rahēgā .

101Achcha, all of you made very good effort and brought special souls into contact. 102Those who co-operated in service will continue to receive the return of co-operation for many future births.

90Ēk janm key|kī mēhnat aur anēk janm mēhnat sē chhūṭ gayē .

103The effort of one birth liberates you from effort for many births.

91Satyug mē̃ mēhnat thōṛēhī karē̃gē .

104You will not make any effort in the golden age.

92Bāpdādā bachchō̃ key|kī himmat aur nimitt bannē kā bhāv dēkhkar khuśh hōtē haĩ .

105BapDada is pleased to see the children’s courage and their awareness of being instruments.

93Agar nimitt bhāv sē nahī̃ kartē tō result bhī nahī̃ nikaltī .

106If you don’t do everything as an instrument, there can be no result.

94Achchhā .

107Achcha.

9505-11-17 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt bāpdādā ' ' revise -27-02-83 madhuban

108 05/11/2017 Avyakt BapDada 27/02/83 109 The sweet alokik decorate d mela of the c onfluence age.

96Saṅgamyug par śhrr̥iṅgārā huā madhur alaukik mēlā

110 Today, the Father and the children are celebrating a meeting.

97Āj bāp aur bachchē milan mēlā manā rahē haĩ . 98Mēlē mē̃ bahut hī variety aur sundar-sundar vastu bahut sundar sajāvaṭ aur ēk dō mē̃ milnā hōtā hai .

111In a mela, there is a lot of variety, many beautiful things are very beautifully decorated and they meet one another.

99Bāpdādā is madhur mēlē mē̃ kyā dēkh rahē haĩ , aisā alaukik śhrr̥iṅgārā huā mēlā sivāy saṅgamyug K|kē kōī manā nahī̃ saktā .

112What is BapDada seeing in this sweet meeting? 113Apart from at the confluence age, this alokik decorated mela cannot be celebrated by anyone else.

100Harēk , ēk dō sē viśhēṣh śhrr̥iṅgārē huē amūlya ratna haĩ .

114Each one is more beautifully decorated than the next invaluable jewel.

101Apnē śhrr̥iṅgār kō jāntē hō nā .

115You know your decoration, do you not?

102Sabhī K|kē sir par kitnā sundar light kā tāj chamak rahā hai .

116Such a beautiful crown of light is sparkling on each one’s head.

103Isī light K|kē crown K|kē bīch ātmā key|kī niśhānī kitnī chamaktī huī maṇi muāphik chamak rahī hai .

117In the middle of this crown of light is sparkling so much the symbol of the soul, like a jewel!

104Apnā tājdhārī svarūp dēkh rahē hō  ?

118Do you see your crowned form?

105Harēk divya guṇō̃ K|kē śhrr̥iṅgār sē kitnē sundar sajī-sajāī mūrt hō .

119Each one is such a beautifully decorated image, decorated with divine virtues.

106Aisā sundar śhrr̥iṅgār , jissē viśhva key|kī sarv ātmāyē̃ āpkē taraph na chāhtē huē bhī svataḥ hī ākarṣhit hōtī haĩ .

120You have such beautiful decoration with which all the souls of the world are automatically attracted to you even against their conscious wish.

107Aisā śhrēṣhṭh avināśhī śhrr̥iṅgār kiyā hai  ?

121Are you decorated with such elevated imperishable decorations?

108Jō is samay K|kē śhrr̥iṅgār K|kē yādgār āpkē jaṛ chitrō̃ kō bhī sadā hī bhakta lōg sundar sē sundar sajātē rahē̃gē .

122As a memorial of the decoration of this time, the devotees will constantly continue to decorate your non-living images with the most beautiful decorations.

109Abhī kā śhrr̥iṅgār ādhā kalp chaitanya dēv-ātmā K|kē rūp mē̃ śhrr̥iṅgārē jāyēṅgē aur ādhākalp jaṛ chitrō̃ K|kē rūp mē̃ śhrr̥iṅgārē jāyēṅgē .

123The decorations of now will be used for the living deity souls for half the cycle and for the other half of the cycle they will be used to decorate the non-living images.

110Aisā avināśhī śhrr̥iṅgār bāpdādā dvārā sarv bachchō̃ kā abhī hō gayā hai .

124All the children have now been imperishably decorated by BapDada.

111Bāpdādā āj her|har bachchē K|kē tīnō̃ hī svarūp vartamān aur apnē rājya kā dēv ātmā kā aur phir bhakti mārg mē̃ yādgār chitra , tīnō̃ hī svarūp harēk bachchē K|kē dēkh harṣhit hō rahē haĩ .

125Today, BapDada is pleased to see all three forms of each and every child – the present form, the deity form of your kingdom and then the images of the memorial on the path of devotion.

112Āp sab bhī apnē tīnō̃ rūpō̃ kō jān gayē hō nā .

126All of you also now know your three forms, do you not?

113Tīnō̃ hī apnē rūp knowledge K|kē nētra dvārā dēkhē haĩ nā  !

127You have seen all three forms with your eye of knowledge, have you not?

114Āj tō bāpdādā milnē kā ulhanā pūrā karnē āyē haĩ .

128Today, BapDada has come to fulfil the complaint about meeting Him.

115Kamāl tō bachchō̃ kī hai jō nirabandhan kō bhī bandhan mē̃ bāndh dētē haĩ .

129It is a wonder of the children that you bind the One who is free from bondage.

116Bāpdādā kō bhī hisāb sikhā dētē ki is hisāb sē milō .

130You even teach BapDada on what account you have to meet Him.

117Tō jādūgar kaun huē - bachchē vā bāp  ?

131So, who is the magician? 132The children or the Father?

118Aisā snēh kā jādū bachchē bāp kō lagātē haĩ jō bāp kō sivāē bachchō̃ K|kē aur kuchh sūjhtā hī nahī̃ .

133Children cast such magic of love on the Father that the Father cannot think of anything other than you children.

119Nirantar bachchō̃ kō yād kartē haĩ .

134He constantly remembers you children.

120Tum sab khātē hō tō bhī ēk kā āhvān kartē hō .

135When all of you eat, you invoke the One.

121Tō kitnē bachchō̃ kē sāth khānā paṛē  !

136So, He has to eat with so many children!

122Kitnē bārī tō bhōjan par bulātē hō .

137You call Him to eat so many times.

123Khātē haĩ , chaltē haĩ , chaltē huē bhī hāth mē̃ hāth dēkar chaltē , sōtē bhī sāth mē̃ haĩ .

138When you eat, when you walk, and as you walk, you walk hand in hand, you also sleep with Him together.

124Tō jab itnē anēk bachchō̃ sāth khātē , sōtē , chaltē tō aur kyā phursat hōgī  !

139So, when He has to eat, sleep and walk with so many children, would He have time for anything else?

125Kōī karma kartē tō bhī yahī kahtē ki kām āpkā hai , nimitt ham haĩ .

140Even when you perform any actions, you say: “It is Your work and I am just an instrument.

126Karō karāō āp , nimitt hāth ham chalātē haĩ .

141You have to do it and inspire us and we will use our hands just in name.”

127Tō vah bhī karnā paṛē nā .

142So, He has to do that too.

128Aur phir jis samay thōṛā bahut tūphān ātā tō bhī kahtē āp jānō .

143Then, when there is a little storm, you say, “Now, You have to take care of it.”

129Tūphānō̃ kō miṭānē kā kārya bhī bāp kō dētē .

144You give the Father the task to finish the storm.

130Karma kā bōjh bhī bāp kō dē dētē .

145You even give the burden of action to the Father.

131Sāth bhī sadā rakhtē , tō baṛē jādūgar kaun huē  ?

146You also constantly keep His company, so who is the greater magician?

132Bhujāō̃ K|kē sahyōg binā tō kuchh hō nahī̃ saktā isliē hī tō mālā japtē haĩ nā .

147Nothing can happen without the co-operation of the arms, and so this is why the rosary is turned, is it not?

133Achchhā .

148Achcha.

134Australia nivāsī bachchō̃ nē bahut achchhā tyāg kiyā hai aur her|har bār tyāg kartē haĩ .

149The children who reside in Australia have had very good renunciation and they have renunciation every time.

135Sadā hī last sō fast jātē aur first ātē haĩ .

150They always come last and go fast and come first.

136Jitnā hī vah tyāg kartē haĩ , aurō̃ kō āgē kartē haĩ utnā hī jitnē bhī miltē rahtē un sabkā thōṛā-thōṛā share Australia vālō̃ kō bhī mil jātā hai .

151The more they renounce and make others go ahead, they (those from Australia) accordingly receive a little share of however many they meet and make them move ahead.

137Tō tyāg kiyā yā bhāgya liyā  !

152So, did you renounce something or claim fortune?

138Aur phir sāth-sāth U|you . K|kē . kā bhī baṛā group hai .

153Along with them, the group from UK is also big.

139Yah dōnō̃ hī pahlē-pahlē kē nimitt banē huē centres haĩ aur viśhāl centres haĩ .

154Both of these are the first instrument centres and they are big centres.

140Ēk sē anēk sthānō̃ par bāp kō pratyakṣha karnē vālē bachchē haĩ isliē dōnō̃ hī ( Australia aur U|you . K|kē . ) baṛō̃ kō , aurō̃ kō āgē rakhnā paṛēgā .

155The children there are such that from one, the Father is revealed in many other places and this is why the seniors in both Australia and UK have to place others ahead of them.

141Dūsrō̃ key|kī khuśhī mē̃ āp sab khuśh hō nā .

156All of you are happy in the happiness of others, are you not?

142Jahā̃ tak dēkhā gayā hai dōnō̃ hī sthān K|kē sēvādhārī , sahyōgī , snēhī bachchē sab bātō̃ mē̃ pharākhadil haĩ .

157It has been seen that the servers, the co-operative and loving children, at both places are generous hearted, in all respect.

143Is bāt mē̃ bhī sahyōgī bannē mē̃ mahādānī bachchē haĩ .

158In this respect too, children are great donors in being co-operative.

144Bāpdādā kō sab bachchē yād haĩ .

159BapDada remembers all the children.

145Sabsē mil lē̃gē , bāpdādā kō tō khuśhī hōtī hai ki kitnā dūr-dūr sē bachchē milnē K|kē umaṅg sē apnē sweet home mē̃ pahũch jātē haĩ .

160He will meet all of you. 161BapDada is pleased that children come from so far away to their sweet home with the enthusiasm to meet.

146Uṛtē-uṛtē pahũch jātē hō .

162You come flying here.

147Bhalē sthūl mē̃ kisī bhī dēśh K|kē haĩ lēkin haĩ tō sab ēk dēśhī .

163Physically, you may have come from any land, but all of you are residents of the one land.

148Sab hī ēk haĩ .

164All are one (united).

149Ēk bāp , ēk dēśh , ēk mat aur ēkras sthiti mē̃ sthit rahnē vālē .

165One Father, one country, one direction and you are stable in one stable stage (ek-ras - constant).

150Yah tō nimitt mātra dēśh kā nām lēkar thōṛā samay milnē kē liē kahā jātā hai . 151Hō sab ēk dēśhī .

166It is just for identity that the name of the country is mentioned for the short time that you meet but all of you belong to the one country.

152Sākār K|kē hisāb mē̃ bhī is samay tō sab madhuban nivāsī haĩ .

167In terms of the physical too, at this time, all of you are residents of Madhuban.

153Madhuban nivāsī apnē kō samajhnā achchhā lagtā hai nā .

168It feels good to consider yourself to be a resident of Madhuban, does it not?

154Nayē sthān par sēvā key|kī saphaltā kā ādhār  :

169 The basis of success in service at a new place:

155Jab bhī kisī nayē sthān par sēvā śhurū kartē hō tō ēk hī samay par sarv prakār key|kī sēvā karō .

170 Whenever you start service at a new place, do all types of service at the same time.

156Mansā mē̃ śhubh bhāvnā , vāṇī mē̃ bāp sē sambandh juṛvānē aur śhubh kāmnā K|kē śhrēṣhṭh bōl aur sambandh samparka mē̃ ānē sē snēh aur śhānti K|kē svarūp sē ākarṣhit karō .

171Have good wishes in your mind; in your speech, speak elevated words with pure feelings to forge a relationship with the Father. 172By coming into a relationship and connection, attract everyone with your form of love and peace.

157Aisē sarv prakār key|kī sēvā sē saphaltā kō pāyēṅgē .

173By doing all types of service in this way, you will achieve success.

158Sirph vāṇī sē nahī̃ lēkin ēk hī samay sāth-sāth sēvā hō .

174Not just in words but do all types of service simultaneously.

159Aisā plan banāō , kyōṅki kisī key|kī bhī service karnē kē liē viśhēṣh svayã kō stage par sthit karnā paṛtā hai .

175Make such a plan because, in order to do any serv ic e, you especially have to stabilise yourself in that stage.

160Sēvā mē̃ result kuchh bhī hō lēkin sēvā K|kē her|har kadam mē̃ kalyāṇ bharā huā hai , ēk bhī yahā̃ tak pahũch jāē yah bhī saphaltā tō samāī huī hai hī .

176No matter what the result of service is, let there be benefit merged in every step of service. 177If even one person comes here, this success is also merged within it.

161Anēk ātmāō̃ K|kē bhāgya key|kī lakīr khīñchnē kē nimitt haĩ .

178You are instruments to draw the lines of fortune for many souls.

162Aisī viśhēṣh ātmā samajhkar sēvā kartē chalō .

179Continue to serve in this way while considering yourself to be such a special soul.

163Achchhā - ōm śhānti .

180Achcha. 181Om shanti.

Blessing

164Vardān  : paramātma pyār key|kī śhakti sē asambhav kō sambhav karnē vālē padmāpadam bhāgyavān bhav

182Blessing: May you be multimillion times fortunate and with the power of God’s love, make the impossible possible.

165Padmāpadam bhāgyavān bachchē sadā paramātma pyār mē̃ lavlīn rahtē haĩ .

183 Multimillion times fortunate children remain constantly merged in God’s love.

166Paramātma pyār key|kī śhakti kisī bhī paristhiti kō śhrēṣhṭh sthiti mē̃ badal dētī hai .

184The power of God’s love transforms any external situation (paristhiti) into an elevated stage (shresth stithi).

167Asambhav kārya bhī sambhav hō jātē haĩ .

185An impossible task becomes possible.

168Muśhkil sahaj hō jātā hai kyōṅki bāpdādā kā vāydā hai ki her|har samasyā kō pār karnē mē̃ prīti key|kī rīti nibhātē rahē̃gē .

186Something difficult becomes easy because BapDada’s promise is that He will continue to fulfil the responsibility of love in your overcoming every problem.

169Lēkin kabhī-kabhī prīt karnē vālē nahī̃ bannā .

187However, do not become those who only sometimes have love.

170Sadā prīt nibhānē vālē bannā .

188Become those who always fulfil the responsibility of love.

Slogan

171Slōgan  : apnē śhrēṣhṭh karma vā śhrēṣhṭh chalan dvārā duāyē̃ jamā kar lō tō pahāṛ jaisī bāt bhī ruī K|kē samān anubhav hōgī .

189Slogan: Accumulate blessings through your elevated actions and activity and you will experience a situation as big as a mountain to be like cotton wool.

190*** Om Shanti ***