शनिवार 15 दिसंबर 2018 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
015-12-2018 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 15/12/18 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1' ' mīṭhē bachchē - apnī royal chalan sē sēvā karnī hai , śhrīmat par buddhi kō refine banānā hai , mātāō̃ kā regard rakhnā hai ' '
1Essence: Sweet children, you have to serve through your royal behaviour and make your intellects refined by following shrimat. 2You also have to give r e gard to the mothers.
Question
2Praśhna : kaun-sā kartavya ēk bāp kā hai , kisī manuṣhya kā nahī̃ ?
3Question: Which task is only the one Father’s and not that of any human being?
Answer
3Uttar : sārē viśhva mē̃ peace|pīs sthāpan karnā , yah kartavya bāp kā hai .
4Answer: To establish peace in the whole world is the Father’s task. 5No matter how many peace conferences etc. people have, there cannot be peace.
4Manuṣhya bhal kitnī bhī conference ādi kartē rahē̃ peace|pīs hō nahī̃ saktī . 5Śhānti kā sāgar bāp jab bachchō̃ sē pavitratā key|kī pratigyā karātē haĩ tab peace|pīs sthāpan hōtī hai .
6When the Father, the Ocean of Peace, makes you children promise to remain pure, peace then become established. 7Only in the pure world is there peace.
6Pavitra duniyā mē̃ hī śhānti hai . 7Tum bachchē yah bāt sabkō baṛī yukti sē aur bhabhkē sē samjhāō tab bāp kā nām bālā hō .
8When you children explain this aspect very tactfully and with great pomp, the Father’s name will be glorified.
Song
8Gīt : maĩ ēk nanhā sā bachchā hū̃ …
9Song: I am a small child and You are the Almighty Authority!
Murli
9Ōm śhānti .
10Om shanti.
10Yah gīt tō bhakti mārg kā gāyā huā hai kyōṅki ēk taraph bhakti kā prabhāv hai dūsrē taraph ab gyān kā prabhāv hai .
11This song is sung on the path of devotion because, on the one side, there is the influence of devotion and on the other side, there is the influence of knowledge.
11Bhakti aur gyān mē̃ rāt-din kā fark hai .
12There is the difference of day and night between devotion and knowledge.
12Kaun-sā fark hai ?
13What is the difference?
13Yah tō bahut sahaj hai .
14This is very easy.
14Bhakti hai rāt aur gyān hai din .
15Devotion is the night and knowledge is the day.
15Bhakti mē̃ hai duḥkh , jab bhakta duḥkhī hōtē haĩ tō bhagvān kō pukārtē haĩ .
16In devotion, there is sorrow. 17When devotees become unhappy, they call out to God.
16Phir bhagvān kō ānā paṛtā hai duḥkhiyō̃ kā duḥkh dūr karnē .
18God then has to come to remove the sorrow of those who are unhappy.
17Phir bāp sē pūchhā jātā hai - drama mē̃ kyā kōī bhūl hai ?
19So, you ask the Father: Is there a mistake in the drama?
18Bāp kahtē haĩ - hā̃ , baṛī bhūl hai , jō tum mujhē bhūl jātē hō .
20The Father says: Yes, the big mistake is that you forget Me.
19Kaun bhulātē haĩ ?
21Who makes you forget?
20Māyā rāvaṇ .
22Maya, Ravan.
21Bāp baiṭh samjhātē haĩ - bachchē , yah khēl banā huā hai .
23The Father sits here and explains: Children, this play is predestined.
22Svarg aur nark hōtā tō bhārat mē̃ hī hai . 23Bhārat mē̃ hī kōī martā hai tō kahtē haĩ baikuṇṭhvāsī huā .
24Heaven and hell exist in Bharat. 25It is only in Bharat that people say when someone dies that he has become a resident of Paradise.
24Yah tō jāntē nahī̃ ki svarg athavā baikuṇṭh kab hōtā hai ?
26They don’t know when heaven or Paradise exists.
25Jab svarg hōtā hai tō manuṣhya punarjanma jarūr svarg mē̃ hī lē̃gē .
27When it is heaven, human beings surely take rebirth in heaven.
26Abhī tō hai hī nark tō punarjanma bhī jarūr nark mē̃ hī lē̃gē , jab tak svarg key|kī sthāpanā hō .
28It is now hell and so, until heaven is established, they would surely take rebirth in hell. 29People don’t know these things.
27Manuṣhya yah bātē̃ nahī̃ jāntē haĩ . 28Ēk hai īśhvarīy athavā rām sampradāy , dūsrā hai rāvaṇ sampradāy .
30One is the Godly community, that is, the community of Rama, and the other is the community of Ravan.
29Satyug-trētā mē̃ hai rām sampradāy , unkō kōī duḥkh nahī̃ hai . 30Aśhōk vāṭikā mē̃ rahtē haĩ .
31In the golden and silver ages, there is the community of Rama. 32They don’t have any sorrow; they live in the cottage that is free from sorrow.
31Phir ādhākalp bād rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai .
33Then, after half the cycle, the kingdom of Ravan begins.
32Ab bāp phir sē ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm sthāpan kartē haĩ .
34The Father is now once again establishing the original, eternal, deity religion.
33Vah hai sabsē sarvōttam dharm .
35That is the most elevated religion.
34Dharm tō sab haĩ nā .
36There are all religions.
35Dharmō̃ key|kī conference hōtī hai .
37They are holding a conference of the religions.
36Bhārat mē̃ anēk dharm vālē ātē haĩ , conference kartē haĩ .
38Those of all the innumerable religions come to Bharat and hold conferences.
37Ab jō bhāratvāsī dharm kō mānnē vālē hī nahī̃ , vah conference kyā karē̃gē ?
39However, what conferences would the people of Bharat who don’t believe in religion have?
38Vāstav mē̃ bhārat kā prāchīn dharm tō hai hī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm .
40In fact, the ancient religion of Bharat is the original, eternal, deity religion.
39Hindū dharm tō hai nahī̃ .
41There is no such thing as the Hindu religion.
40Sabsē ūñch hai dēvī-dēvtā dharm .
42The highest of all is the deity religion.
41Ab kāydā kahtā hai sabsē ūñch tē ūñch dharm vālē kō gaddī par biṭhānā chāhiē .
43The law says that those of the most elevated religion should be made to sit on the gaddi.
42Sabsē āgē kiskō biṭhāyē̃ ?
44Who should be made to sit in front?
43Is par bhī kabhī unhō̃ kā jhagaṛā|jhagṛā lag paṛtā hai .
45Sometimes, they even quarrel over this (the seat).
44Jaisē ēk bār kumbha K|kē mēlē mē̃ jhagaṛā hō gayā thā .
46There was once a fight over this at the Kumbh mela.
45Vah kahē pahlē hamārī savārī chalē , vah kahē pahlē hamārī . 46Laṛ paṛē thē .
47One group said that they should go first and another group said that they should go first.
47Tō ab is conference mē̃ bachchō̃ kō yah samjhānā hai ki ūñch tē ūñch kaun-sā dharm hai ?
48They quarrelled over this. 49You children should now explain at this conference which religion is the highest of all.
48Vah tō jāntē nahī̃ .
50They don’t know that.
49Bāp kahtē haĩ ādi sanātan hai hī dēvī-dēvtā dharm . 50Jō ab prāyaḥ lōp hō gayā hai aur apnē kō hindū kahlānē lag paṛē haĩ .
51The Father tells you that the original eternal religion was the deity religion which disappeared and that they therefore began to call themselves Hindus.
51Ab chīn mē̃ rahnē vālē apnā dharm chīn tō nahī̃ kahē̃gē , vō lōg tō jiskō nāmīgrāmī dēkhtē haĩ unkō mukhya karkē biṭhā dētē haĩ .
52Those who live in China would not say that their religion is Chinese. 53They make whomever they regard as the most important person the principal one and make him sit on the gaddi.
52Kāydē anusār conference mē̃ bahut tō ā nahī̃ saktē .
54According to the law, not that many can come to the conference.
53Sirph religion K|kē heads kō hī nimantraṇ diyā jātā hai .
55Only religious heads are invited. 56Many then argue about things.
54Bahutō̃ sē phir bahut bōlchāl hō jātā hai .
57There is no one to give them advice.
55Ab unhō̃ kō rāy dēnē vālā tō kōī hai nahī̃ .
58You are the ones who belong to the highest-on-high deity religion.
56Tum hō ūñch tē ūñch dēvī-dēvtā dharm vālē .
59You are now establishing the deity religion.
57Ab dēvtā dharm key|kī sthāpanā kar rahē hō . 58Tum hī batā saktē hō bhārat kā jō mukhya dharm hai , jō sab dharmō̃ kā māī-bāp hai unkē head kō is conference mē̃ mukhya banānā chāhiē .
60Only you can say that the head of Bharat’s main religion, which is the mother and father of all religions, should be made the main person for this conference.
59Gaddī naśhīn unkō karnā chāhiē .
61He should be the one seated on the main chair.
60Bākī tō sab haĩ unkē nīchē .
62All the rest are below him.
61Tō mukhya bachchē jō haĩ unkī buddhi chalnī chāhiē .
63So the intellects of the main children should work on this.
62Bhagvān arjun kō baiṭh samjhātē haĩ .
64God sits and explains to Arjuna.
63Sañjay yah hai .
65That one is Sanjay.
64Arjun tō hai rathī .
66Arjuna is a charioteer.
65Unmē̃ rathavān hai bāp , vah samajhtē haĩ rūp badalkar kr̥iṣhṇa K|kē tan mē̃ ākar gyān diyā hai .
67The Father is the One riding in the chariot, but people think that He changed His form, entered the body of Krishna and gave knowledge.
66Parantu aisē tō hai nahī̃ .
68However, it was not like that.
67Ab prajāpitā bhī hai , trimūrti kē ūpar bahut achchhī rīti samjhāyā jā saktā hai .
69There is now also Prajapita. 70This can be explained very clearly using the picture of the Trimurti.
68Trimūrti kē ūpar śhivbābā kā chitra jarūr chāhiē .
71You definitely need the image of Shiv Baba above the Trimurti.
69Vah hai sūkṣhmavatan key|kī rachnā .
72That is the creation of the subtle region.
70Bachchē samajhtē haĩ yah viṣhṇu hai pālanakartā .
73You children understand that Vishnu is the sustainer.
71Prajāpitā brahmā hai sthāpan kartā .
74Prajapita Brahma is the one who establishes.
72Tō unkā bhī chitra chāhiē .
75Therefore, his picture is also needed.
73Yah baṛī samajh key|kī bāt hai .
76This is something to be understood.
74Buddhi mē̃ rahtā hai prajāpitā brahmā jarūr hai .
77It enters your intellects that there is definitely Prajapita Brahma.
75Viṣhṇu bhī tō chāhiē .
78Vishnu is also needed.
76Jissē sthāpanā karāyēṅgē ussē hī pālnā bhī karāyēṅgē .
79The one through whom He establishes will also be the one through whom He sustains.
77Sthāpanā karātē haĩ brahmā sē .
80He carries out establishment through Brahma.
78Brahmā kē sāth sarasvatī ādi bahut bachchē haĩ .
81Together with Brahma, there is also Saraswati and many children.
79Vāstav mē̃ yah bhī patit sē pāvan ban rahē haĩ .
82In fact, this one is also becoming pure from impure.
80Tō conference mē̃ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī head jagadambā hōnī chāhiē kyōṅki mātāō̃ kā bahut mān hai .
83So, the head of the conference should be Jagadamba, the head of the original eternal deity religion, because there is a lot of regard for the mothers.
81Jagat ambā kā mēlā baṛā bhārī lagtā hai .
84A very big mela takes place for Jagadamba.
82Vah hai jagat pitā key|kī bēṭī .
85She is the daughter of Jagadpita.
83Ab ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā hō rahī hai .
86The original eternal deity religion is now being established.
84Gītā episode repeat hō rahā hai . 85Yah vahī mahābhārat key|kī laṛāī sāmnē khaṛī hai .
87The Gita episode is being repeated ; that is, the same Mahabharat War is in front of us.
86Bāp bhī kahtē haĩ maĩ kalp-kalp , kalp K|kē saṅgamyug par ātā hū̃ , bhraṣhṭāchārī duniyā kō śhrēṣhṭhāchārī banānē .
88The Father says: I come every cycle at the confluence age of the cycle to make the corrupt world elevated.
87Jagat ambā goddess of knowledge gāī huī hai .
89Jagadamba has been remembered as the Goddess of K nowledge.
88Unkē sāth gyān gaṅgāyē̃ bhī haĩ .
90Together with her, there are also the Ganges of knowledge.
89Unsē pūchh saktē haĩ ki unkō yah knowledge kahā̃ sē milī huī hai !
91You can ask them: Whom did you receive this knowledge from?
90Knowledgeful god father tō ēk hī hai , vah knowledge kaisē dē ?
92Knowledge-full God, the Father , is only One. 93How is He able to give you knowledge?
91Jarūr unkō śharīr lēnā paṛē .
94He definitely has to take a body.
92Tō brahmā mukh kamal sē sunātē haĩ .
95So, He speaks through the lotus mouth of Brahma.
93Yē mātāyē̃ baiṭh samajhāyēṅgī .
96These mothers will sit there and explain.
94Conference mē̃ unhō̃ kō yah mālūm hōnā chāhiē nā ki baṛā dharm kaun-sā hai ?
97At the conference, they should know what the greatest religion is.
95Yah tō kōī samajhtē hī nahī̃ ki ham ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē haĩ .
98No one believes that we belong to the original eternal deity religion.
96Bāp kahtē haĩ yah dharm jab prāyaḥ lōp hō jātā hai tō maĩ ākar phir sthāpan kartā hū̃ .
99The Father says: When this religion has disappeared, I come and establish it once again.
97Abhī dēvtā dharm hai nahī̃ .
100The deity religion doesn’t exist now.
98Bākī 3 dharmō̃ key|kī vr̥iddhi hōtī jā rahī hai .
101The other three religions are continuing to grow.
99Tō jarūr dēvī-dēvtā dharm phir sē sthāpan karnā paṛē .
102So, surely, the deity religion has to be established once again.
100Phir yah sab dharm rahē̃gē hī nahī̃ .
103Then, none of those religions will remain.
101Bāp ātē hī haĩ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā karnē .
104The Father comes to establish the original eternal deity religion.
102Tum bachchiyā̃ hī batā saktī hō ki peace|pīs kaisē sthāpan hō saktī hai ?
105Only you daughters can tell them how peace is established.
103Śhānti kā sāgar tō hai hī parampitā paramātmā .
106The Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Peace.
104Tō peace|pīs jarūr vahī sthāpan karē̃gē .
107So, He would surely establish peace.
105Gyān kā sāgar , sukh kā sāgar vahī hai .
108He is the Ocean of Knowledge and the Ocean of Happiness.
106Gātē bhī haĩ patit-pāvan āō , ākar K|kē bhārat kō pāvan rāmrājya banāō .
109People sing: O Purifier, come! 110Come and make Bharat into the pure kingdom of Rama.
107Peaceful tō vahī banāyēṅgē .
111He alone will make it peaceful.
108Yah bāp kā hī kartavya hai .
112This is the task of the Father alone.
109Tum unkī mat par chalnē sē śhrēṣhṭh pad pātē hō .
113You claim an elevated status by following His directions.
110Bāp kahtē haĩ jō mērē banē̃gē , rājyōg sīkhē̃gē aur pavitratā key|kī pratigyā karē̃gē ki bābā ham pavitra ban 21 janmō̃ kā varsā lē̃gē vahī mālik banē̃gē , patit sē pāvan banē̃gē .
114The Father says: Those who belong to Me and who study Raja Yoga and make a promise for purity, by saying: Baba, I will become pure and claim the inheritance for 21 births, will become the masters. 115They will become pure from impure.
111Pāvan haĩ lakṣhmī-nārāyaṇ sabsē ūñch .
116Lakshmi and Narayan are pure beings, the most elevated of all.
112Phir abhī pāvan duniyā key|kī sthāpanā hō rahī hai .
117The pure world is now being established once again.
113Tum peace|pīs kē liē conference kar rahē hō parantu manuṣhya thōṛēhī peace|pīs karē̃gē .
118You are holding a conference for peace, but human beings will not bring about peace.
114Yah tō śhānti K|kē sāgar bāp kā kām hai .
119That is the task of the Father, the Ocean of Peace.
115Conference mē̃ baṛē ādmī ātē haĩ , bahut members bantē haĩ tō unhō̃ kō rāy bhī dēnī paṛē .
120Eminent people attend conferences. 121Many become delegates and so they have to be advised.
116Father shows son .
122Father shows son.
117Śhivbābā K|kē pōtrē brahmā K|kē bachchē haĩ goddess of knowledge .
123The grandchildren of Shiv Baba and the children of Brahma are goddesses of knowledge.
118Unkō god nē knowledge dī hai .
124God gave them knowledge.
119Manuṣhya tō śhāstrō̃ key|kī knowledge paṛhtē haĩ .
125Human beings study the knowledge of the scriptures.
120Aisē bhabhkē sē samjhāō tō baṛā majā hō . 121Yukti jarūr rachnī paṛtī hai .
126If you explain with such pomp, they will enjoy themselves a great deal.
122Ēk taraph unhō̃ key|kī conference hō aur dūsrē taraph phir tumhārī bhī bhabhkē sē conference hō .
127You definitely have to create a method. 128On the one side is their conference and on the other side is your conference with a lot of pomp.
123Chitra bhī clear haĩ , jinsē jhaṭ samajh jāyēṅgē .
129The pictures too are very clear and people will understand very quickly from them.
124Unkā occupation alag hai , unkā alag hai .
130Their occupation s are different and that One’s occupation is different.
125Aisē thōṛēhī sab ēk hī ēk haĩ .
131It isn’t that all are the same; no.
126Nahī̃ . 127Sabhī dharmō̃ kā part alag-alag hai .
132The parts of all the religions are different.
128Śhānti kē liē mil karkē kārya kartē haĩ , kahtē haĩ religion is might .
133They get together and carry on working for peace. 134They say: Religion is might.
129Parantu sabsē tākat vālā kaun ?
135However, who is the one who has the most power?
130Vahī ākarkē pahlā number dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .
136He is the One who comes and establishes the foremost deity religion.
131Yah tum bachchē hī jāntē hō .
137Only you children know this.
132Din-pratidin tum bachchō̃ kō points miltī rahtī haĩ .
138Day by day, you children continue to receive points.
133Samjhānē key|kī power bhī hai . 134Yōgī key|kī power achchhī hōgī .
139You should also have the power to explain them.
135Bābā kahtē gyānī tū ātmā hī mujhē priya haĩ .
140A yogi would have very good power. 141Baba says: I only love gyani souls.
136Aisē nahī̃ ki yōgī priya nahī̃ haĩ .
142This doesn’t mean that He doesn’t love yogi souls.
137Jō gyānī hōṅgē vah yōgī bhī jarūr hōṅgē .
143Those who are gyani would surely also be yogi.
138Yōg parampitā paramātmā kē sāth rakhtē haĩ .
144You have yoga with the Supreme Father, the Supreme Soul.
139Yōg bigar dhārṇā nahī̃ hōgī .
145Without yoga, there cannot be dharna.
140Jinkā yōg nahī̃ hai tō dhārṇā bhī nahī̃ hai kyōṅki dēh-abhimān bahut hai .
146Those who don’t have yoga don’t have dharna either because they have a lot of body consciousness.
141Bāp tō samjhātē haĩ - āsurī buddhi kō daivī buddhi banānā hai .
147The Father explains: You have to change your devilish intellects into divine intellects.
142Pattharbuddhi kō pāras buddhi banānē vālā bāp īśhvar hai . 143Rāvaṇ ākarkē pattharbuddhi banātē haĩ .
148It is God, the Father, who makes those with stone intellects into those with divine intellects.
144Unhō̃ kā nām hī hai āsurī sampradāy .
149Ravan comes and makes you into those with stone intellects.
145Dēvtāō̃ kē āgē kahtē haĩ hamārē mē̃ kōī guṇ nāhī , ham kāmī kapaṭī haĩ .
150Their name is the devilish community. 151They say in front of the deity idols: I have no virtues.
146Tum mātāyē̃ achchhī rīti samjhā saktī hō .
152I am lustful, a cheat. 153You mothers can explain very well.
147Murlī chalānē kā itnā haũslā chāhiē .
154You have to have that much enthusiasm and courage to share knowledge.
148Baṛī-baṛī sabhāō̃ mē̃ aisī-aisī bātē̃ karnī paṛē .
155You have to explain such things in the big gatherings.
149Mama hai goddess of knowledge .
156Mama is the Goddess of Knowledge.
150Brahmā kō kabhī god of|off knowledge nahī̃ kahā jātā hai .
157Brahma is never called the God of Knowledge.
151Sarasvatī kā nām gāyā huā hai .
158Saraswati’s name is remembered.
152Jiskā jō nām hai vahī rakhtē haĩ .
159Whatever someone’s name is, that name is kept.
153Mātāō̃ kā nām bālā karnā hai .
160The name of the mothers has to be glorified.
154Kaī gōpō̃ kō bahut dēh-abhimān hai .
161Some brothers have a lot of body consciousness.
155Samajhtē haĩ ham brahmākumār god of|off knowledge nahī̃ haĩ kyā !
162They think: Are we Brahma Kumars not gods of knowledge?
156Arē , khud brahmā hī apnē kō god of|off knowledge nahī̃ kahtē .
163Oh! but Brahma himself does not call himself the G od of K nowledge.
157Mātāō̃ kā bahut regard rakhnā paṛē .
164The mothers have to be given a lot of regard.
158Yah mātāyē̃ hī jīvan palṭānē vālī haĩ .
165It is these mothers who will change your lives.
159Manuṣhya sē dēvtā banānē vālī haĩ .
166They are the ones who change human beings into deities.
160Mātāyē̃ bhī haĩ , kanyāyē̃ bhī haĩ .
167There are mothers and also kumaris.
161Adhar kumārī kā rāz tō kōī samajhtē nahī̃ haĩ .
168No one understands the secret of “half-kumari”.
162Bhal śhādī key|kī huī hai tō bhī brahmākumāriyā̃ haĩ .
169Although they are married, they are Brahma Kumaris.
163Yah baṛī wonderful bātē̃ haĩ .
170These things are so wonderful!
164Jinhō̃ kō bāp sē varsā lēnā hai vah samajhtē haĩ . 165Bākī jinkī takdīr mē̃ nahī̃ hai vah kyā samajhē̃gē , number-vār darjē jarūr haĩ .
171Those who are to claim the inheritance from the Father do understand this, but what would those who don’t have it in their fortune understand? 172Status is definitely numberwise.
166Vahā̃ bhī kōī dās-dāsiyā̃ hōṅgē , kōī prajā hōṅgē . 167Prajā bhī chāhiē .
173There, some will be maids and servants whereas others will be subjects; subjects too are needed.
168Manuṣhya sr̥iṣhṭi vr̥iddhi kō pātī rahēgī tō prajā bhī vr̥iddhi kō pātī rahēgī .
174The human world will continue to expand and so subjects will also continue to increase.
169Tō aisī-aisī conference jō hōtī haĩ uskē liē jō apnē kō mukhya samajhtē haĩ unkō taiyār rahnā chāhiē . 170Jinmē̃ gyān nahī̃ hai vah jaisē chhōṭē ṭhaharē .
175Those who consider themselves to be the main ones should remain ready for when such conferences take place. 176Those who don’t have knowledge are like young ones; they don’t have that much of an intellect (wisdom).
171Itnī buddhi nahī̃ . 172Dēkhnē mē̃ bhal baṛē haĩ parantu buddhi nahī̃ hai , vah chhōṭē haĩ .
177Although they may be older physically, they don’t have that much of an intellect; they are still young.
173Kōī-kōī key|kī buddhi baṛī achchhī hai .
178The intellects of some are very good.
174Sārā madār buddhi par hai .
179Everything depends on the intellect.
175Chhōṭē-chhōṭē bhī tīkhē chalē jātē haĩ .
180Even young ones go ahead.
176Kōī key|kī samjhānī mē̃ baṛā miṭhās hōtā hai .
181Some have a lot of sweetness in their way of explaining.
177Bātchīt baṛī royal kartē haĩ .
182They speak in a very royal manner.
178Samajhē̃gē yah refine bachchē haĩ .
183It would be understood that that one is a refined child.
179Chalan sē bhī show hōtā hai nā .
184One is still revealed through one’s behaviour.
180Bachchō̃ key|kī chalan bahut royal hōnī chāhiē .
185The behaviour of you children should be very royal.
181Kōī unroyal kām nahī̃ karnā chāhiē .
186You shouldn’t perform any “unroyal ” task.
182Nām badnām karnē vālē ūñch pad pā nahī̃ saktē .
187Those who defame the name cannot claim a high status.
183Śhivbābā kā nām badnām kartē haĩ tō bāp kā bhī hak hai samjhānē kā .
188When some of you defame Shiv Baba’s name, the Father also has the right to tell you.
184Achchhā !
189Achcha.
185Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
190To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
186Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
191The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
187Rātri class -
192 Night class:
188Ab tum bachchē samajhtē hō ki ham jīv ātmāyē̃ parampitā paramātmā K|kē sammukh baiṭhē haĩ .
193 You children now understand that you are embodied souls who are sitting personally in front of the Supreme Father, the Supreme Soul.
189Iskō hī maṅgal milan kahā jātā hai .
194This is called an auspicious meeting.
190Gāyā jātā hai nā - ' maṅgalam bhagvān viṣhṇu ' .
195It is remembered: “God Vishnu is the one who brings auspicious omens.”
191Abhī maṅgal hai nā , milan kā .
196There are now the auspicious omens of the meeting.
192Bhagvān varsā dētē haĩ viṣhṇu kul kā , isliē unkō ' maṅgalam bhagvān viṣhṇu ' kahā jātā hai .
197God gives you the inheritance of the Vishnu clan. 198This is why He is called God Vishnu, the one who brings auspicious omens.
193Jab bāp miltē haĩ jīv ātmāō̃ sē , vah milan baṛā sundar hai .
199The meeting, when the Father meets you living human beings, is very beautiful.
194Tum bhī samajhtē hō abhī ham īśhvarīy bachchē banē haĩ , īśhvar sē apnā varsā lēnē liē .
200You also understand that you have now become the children of God in order to claim the inheritance from God.
195Bachchē jāntē haĩ īśhvar K|kē varsē bād daivī varsā miltā hai arthāt svarg mē̃ punarjanma miltā hai .
201You children know that, after receiving the inheritance from God, you receive the inheritance of deities, that is, you take rebirth in heaven.
196Tō tum bachchō̃ kō khuśhī kā pārā chaṛhā rahnā chāhiē .
202Therefore, the mercury of happiness of you children should remain high.
197Tum jaisā khuśhnasīb vā saubhāgyaśhālī tō kōī nahī̃ .
203There is no one as happy or as fortunate as you children.
198Duniyā mē̃ sivāē brāhmaṇ kul K|kē aur kōī bhī bhāgyaśhālī hō nahī̃ saktā .
204There cannot be anyone in the world as fortunate as the Brahmin clan.
199Viṣhṇu kul second number mē̃ hō gayā .
205The Vishnu clan is the second number.
200Vah daivī gōd hō jātī .
206That is the lap of the deities.
201Abhī īśhvarīy gōd hai . 202Yah tō ūñch ṭhaharē nā .
207You now have God’s lap which is higher.
203Dēlvāṛā mandir īśhvarīy gōd kā mandir hai .
208The Dilwala Temple is the temple of God’s lap.
204Jaisē ambā K|kē bhī mandir haĩ , vah itnā saṅgamyug kā sākṣhātkār nahī̃ karātē haĩ , yah dēlvāṛā mandir saṅgamyug kā sākṣhātkār karātā hai .
209Similarly, there is also the Amba Temple. 210That temple doesn’t give as much of a vision of the confluence age. 211The Dilwala Temple gives a vision of the confluence age.
205Bachchō̃ kō jitnī samajh hai utnā aur kōī manuṣhya mātra kō hō na sakē .
212Other human beings cannot have as much understanding as you children have.
206Jitnā tum brāhmaṇō̃ kō samajh hai , utnī dēvtāō̃ kō bhī nahī̃ .
213Even the deities don’t have the understanding that you Brahmins have.
207Tum saṅgamyugī brāhmaṇ hō .
214You are the confluence-aged Brahmins.
208Vah saṅgamyugī brāhmaṇō̃ key|kī mahimā kartē haĩ .
215Those people sing praise of the Brahmins of the confluence age.
209Kahtē haĩ brāhmaṇ sō dēvtā bantē haĩ .
216It is said: Brahmins then become deities.
210Aisē brāhmaṇō̃ kō namaḥ .
217Salutations to such Brahmins!
211Brāhmaṇ hī nark kō svarg banānē key|kī service kartē haĩ , aisē bachchō̃ ( brāhmaṇō̃ ) kō namastē kartē haĩ .
218It is only Brahmins who do the service of changing hell into heaven. 219Baba says namaste to such children (Brahmins).
212Achchhā !
220Achcha.
213Good night .
221Good night.
Essence for dharna
214Dhārṇā kē liē mukhya sār :
222Essence for dharna:
2151 ) bāp kā priya bannē kē liē gyānī aur yōgī bannā hai .
223 1. In order to be loved by God, become gyani and yogi.
216Dēh-abhimān mē̃ nahī̃ ānā hai .
224Don’t be body conscious.
2172 ) murlī chalānē kā haũslā rakhnā hai .
225 2. Have the enthusiasm and courage to speak knowledge.
218Apnī chalan sē bāp kā show karnā hai .
226Show (reveal) the Father through your behaviour.
219Bātchīt baṛē miṭhās sē karnī hai .
227Speak with great sweetness.
Blessing
220Vardān : mansā aur vāchā key|kī śhakti kō yathārth aur samarth rūp sē kārya mē̃ lagānē vālē tīvr puruṣhārthī bhav
228Blessing: May you be an intense effort-maker who uses the powers of the mind and speech accurately and powerfully.
221Slōgan : tīvr puruṣhārthī arthāt first division mē̃ ānē vālē bachchē saṅkalp śhakti aur vāṇī key|kī śhakti kō yathārth aur samarth rīti sē kārya mē̃ lagātē haĩ .
229 Intense effort-makers, that is, the children who are going to go into the first division use the power of thought and the power of speech accurately and powerfully.
222Vē|way ismē̃ loose nahī̃ hōtē .
230They are not loose in this.
223Unhē̃ yah slōgan sadā yād rahtā ki cum|kam bōlō , dhīrē bōlō aur madhur bōlō .
231They always remember the slogan: Speak less, speak gently speak sweetly.
224Unkā her|har bōl yōgyukt , yuktiyukt hōtā .
232Their every word is yogyukt and yuktiyukt.
225Vē|way āvaśhyak bōl hī bōltē , vyarth bōl , vistār K|kē bōl bōlkar apnī energy samāpt nahī̃ kartē .
233They only speak words which are necessary and do not waste their energy in speaking wasteful words or words of expansion.
226Vē|way sadā ēkāntpriy rahtē haĩ .
234They always stay in solitude.
Slogan
227Slōgan : sampūrṇ naṣhṭōmōhā vah hai jō mērē pan K|kē adhikār kā bhī tyāg kar dē .
235Slogan: A complete destroyer of attachment is one who even renounces any right to the consciousness of “mine”.
236*** Om Shanti ***