गुरुवार 6 फ़रवरी 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
006-02-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 06/02/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1" mīṭhē bachchē - ab vikārō̃ kā dān dō tō grahaṇ utar jāyē aur yah tamōpradhān duniyā satōpradhān banē̃ ' '
1Essence: Sweet children, now donate the vices so that the omens are removed and this tamopradhan world becomes satopradhan.
Question
2Praśhna : tum bachchō̃ kō kis bāt sē kabhī bhī taṅg nahī̃ hōnā chāhiē ?
2Question: Which aspect should you children never become distressed about?
Answer
3Uttar : tumhē̃ apnī life ( jīvan ) sē kabhī bhī taṅg nahī̃ hōnā chāhiē kyōṅki yah hīrē jaisā janm gāyā huā hai , inkī sambhāl bhī karnī hai , tandurūsta hōṅgē tō knowledge suntē rahē̃gē .
3Answer: You should never become distressed with your life because this life has been praised as the life like a diamond. 4You have to take care of it. 5If you are healthy, continue to listen to knowledge.
4Yahā̃ jitnā din jiyēṅgē , kamāī hōtī rahēgī , hisāb-kitāb chuktū hōtā rahēgā .
6However many days you continue to live here, you will continue to earn an income and your accounts settled.
Song
5Gīt : ōm namō śhivāē …
7Song: Salutations to Shiva.
Murli
6Ōm śhānti .
8Om shanti.
7Āj gurūvār hai .
9Today is Thursday.
8Tum bachchē kahē̃gē satguruvār , kyōṅki satyug key|kī sthāpanā karnē vālā bhī hai , satya nārāyaṇ kī kathā bhī sunātē haĩ practical mē̃ .
10You children say, “The day of the true Guru”, because He is the One who establishes the land of truth and He tells the story of the true Narayan in a practical way.
9Nar sē nārāyaṇ banātē haĩ .
11He makes ordinary humans into Narayan.
10Gāyā bhī jātā hai sarv kā sadgati-dātā , phir vr̥ikṣhapati bhī hai .
12He is remembered as the Bestower of Salvation for All. 13He is also called the Lord of the Tree.
11Yah manuṣhya sr̥iṣhṭi kā jhāṛ hai , jiskō kalpa vr̥ikṣha kahtē haĩ .
14This is the human world tree; it is called the kalpa tree.
12Kalp-kalp arthāt 5 hazār varṣh bād phir sē hūbahū repeat hōtā hai .
15Cycle after cycle, that is, every 5000 years, it repeats identically.
13Jhāṛ bhī repeat hōtā hai nā .
16A tree repeats as well.
14Fool|phūl 6 mās nikaltē haĩ , phir mālī lōg jaṛ nikāl rakh dētē haĩ phir lagātē haĩ tō phūl nikal paṛtē haĩ .
17The plant grows for six months, and then the gardeners uproot it and keep it aside. 18Then they plant it again and it flowers.
15Ab yah tō bachchē jāntē haĩ - bāp key|kī jayantī bhī ādhākalp manātē haĩ , ādhākalp bhūl jātē haĩ .
19You children now know that we celebrate the Father’s birthday for half a cycle and that we then also forget it for half a cycle.
16Bhakti mārg mē̃ ādhākalp yād kartē haĩ .
20On the path of devotion, we remember Him for half a cycle.
17Bābā kab ākarkē garden of flowers sthāpan karē̃gē ?
21When will the Father come and establish the garden of flowers?
18Daśhāyē̃ tō bahut hōtī haĩ nā .
22There are many omens.
19Br̥ihaspati kī daśhā bhī hai , utartī kalā key|kī bhī daśhāyē̃ hōtī haĩ .
23There are the omens of Jupiter and then there are also the omens of the descending stage.
20Is samay bhārat par rāhū kā grahaṇ baiṭhā huā hai .
24At this time, the omens of Rahu have settled over Bharat.
21Chandramā kō bhī jab grahaṇ lagtā hai tō pukārtē haĩ-dē dān tō chhūṭē grahaṇ .
25When the moon is eclipsed, they even call out: Give a donation so that the omens are removed.
22Ab bāp bhī kahtē haĩ-yah 5 vikārō̃ kā dān dē dō tō chhūṭē grahaṇ .
26Now, the Father says: Donate these five vices so that the omens are removed.
23Abhī sārī sr̥iṣhṭi par grahaṇ lagā huā hai , 5 tatvō̃ par bhī grahaṇ lagā huā hai kyōṅki tamōpradhān haĩ .
27The whole world has now become eclipsed. 28The five elements too have been eclipsed, because they are tamopradhan.
24Her|har chīj naī phir purānī jarūr hōtī hai .
29Each and every thing that is new definitely becomes old.
25Naī kō satōpradhān , purānī kō tamōpradhān kahtē haĩ .
30New is called satopradhan and old is called tamopradhan.
26Chhōṭē bachchē kō bhī satōpradhān mahātmā sē bhī ūñch ginā jātā hai , kyōṅki unmē̃ 5 vikār nahī̃ rahtē .
31Even small children are called satopradhan. 32They are considered to be more elevated than great souls because they don’t have the five vices.
27Bhakti tō sanyāsī bhī chhōṭēpan mē̃ kartē haĩ .
33Sannyasis too perform devotion in childhood.
28Jaisē rāmatīrtha kr̥iṣhṇa kā pujārī thā phir jab sanyās liyā tō pūjā khalās .
34For example, Ramatirath was a devotee of Krishna. 35When he adopted renunciation, he stopped worshipping.
29Sr̥iṣhṭi par pavitratā bhī chāhiē nā .
36Purity is needed on earth.
30Bhārat pahlē sabsē pavitra thā phir jab dēvtāyē̃ vām mārg mē̃ jātē haĩ tō phir earthquake ādi mē̃ sab svarg key|kī sāmagrī , sōnē K|kē mahal ādi khalās hō jātē haĩ phir nayē-sir bannē śhurū hōtē haĩ .
37Previously, Bharat was the purest of all. 38Then, when the deities went on to the path of sin, all the things of heaven, the palaces of gold, etc., were destroyed by earthquakes, etc. 39They will then be built afresh.
31Destruction jarūr hōtā hai .
40Destruction definitely does take place.
32Upadrav hōtē haĩ jab rāvaṇrājya śhurū hōtā hai , is samay sab patit haĩ .
41Calamities and upheaval take place when the kingdom of Ravan begins. 42At this time, all are impure.
33Satyug mē̃ dēvtāyē̃ rājya kartē haĩ .
43In the golden age, deities rule.
34Asurō̃ aur dēvtāō̃ key|kī yuddha dikhāī hai , parantu dēvtāyē̃ tō hōtē hī haĩ satyug mē̃ .
44Demons and deities have been shown battling, but deities only exist in the golden age.
35Vahā̃ laṛāī hō kaisē saktī .
45How can there be fighting there?
36Saṅgam par tō dēvtāyē̃ hōtē nahī̃ .
46There are no deities at the confluence.
37Tumhārā nām hī hai pāṇḍav .
47Your name is Pandavas.
38Pāṇḍavō̃ kauravō̃ key|kī bhī laṛāī hōtī nahī̃ .
48Pandavas and Kauravas don’t fight one another.
39Yah sab haĩ gapōṛē . 40Kitnā baṛā jhāṛ hai .
49All of those things are tall stories.
41Kitnē athāh pattē haĩ , unkā hisāb thōṛēhī kōī nikāl saktē .
50The tree is so big; there are so many leaves.
42Saṅgam par tō dēvtāyē̃ hōtē nahī̃ .
51It is not possible to count them all.
43Bāp baiṭh ātmāō̃ kō samjhātē haĩ , ātmā hī sunkar kāndh hilātī hai .
52The deities don’t exist at the confluence. 53The Father sits here and explains to souls.
44Ham ātmā haĩ , bābā hamkō paṛhātē haĩ , yah pakkā karnā hai .
54It is souls that listen and nod their heads. 55“I am a soul.
45Bāp hamē̃ patit sē pāvan banātē haĩ .
56Baba is teaching me”. 57Make this firm.
46Ātmā mē̃ hī achchhē vā burē saṅskār hōtē haĩ nā .
58The Father makes us pure from impure. 59It is souls that have good or bad sanskars.
47Ātmā organs dvārā kahtī hai hamkō bābā paṛhātē haĩ .
60This soul says through his organs: Baba is teaching me.
48Bāp kahtē haĩ hamkō bhī organs chāhiē , jissē samjhāū̃ .
61The Father says: I, too, need organs with which I can explain.
49Ātmā kō khuśhī hōtī hai .
62The soul feels happy.
50Bābā her|har 5 hazār varṣh bād ātē haĩ hamkō sunānē .
63The Father comes every 5000 years to speak knowledge to us.
51Tum tō sāmnē baiṭhē hō nā .
64You are sitting in front of Me.
52Madhuban key|kī hī mahimā hai .
65Only Madhuban is praised.
53Ātmāō̃ kā bāp tō vah hai nā , sab unkō bulātē haĩ .
66He is the Father of souls. 67Everyone calls out to Him.
54Tumkō yahā̃ sammukh baiṭhnē mē̃ mazā ātā hai . 55Parantu yahā̃ sab tō rah nahī̃ saktē .
68You enjoy sitting here directly in front of Him, but not everyone can come and live here.
56Apnī kārōbār service ādi kō bhī dēkhnā hai .
69You also have to see to your business and work, etc.
57Ātmāyē̃ sāgar kē pās ātī haĩ , dhāraṇ kar phir jāē aurō̃ kō sunānā hai .
70You souls come to the Ocean. 71You imbibe knowledge and then you have to go and relate it to others.
58Nahī̃ tō aurō̃ kā kalyāṇ kaisē karē̃gē ?
72Otherwise, how would you benefit others?
59Yōgī aur gyānī tū ātmā kō śhauk rahtā hai ham jākar aurō̃ kō bhī samjhāyē̃ .
73Yogi and knowledgeable souls are interested in going to explain this to others.
60Ab śhiv jayantī manāī jātī hai nā .
74Now, Shiva Jayanti is to be celebrated.
61Bhagvānuvāch hai .
75God speaks.
62Bhagvānuvāch kr̥iṣhṇa kē liē nahī̃ kah saktē , vah tō hai daivīguṇō̃ vālā manuṣhya .
76“God speaks” cannot be said of Krishna. 77He is a human being with divine virtues.
63Deityism kahā jātā hai .
78That is called deityism.
64Ab bachchē yah tō samajh gayē haĩ ki abhī dēvī-dēvtā dharm nahī̃ hai , sthāpanā hō rahī hai .
79You children understand that the deity religion doesn’t exist now and that it is now being established.
65Tum aisē nahī̃ kahē̃gē ki ham abhī dēvī-dēvtā dharm K|kē haĩ .
80You wouldn’t say that you now belong to the deity religion.
66Nahī̃ , abhī tum brāhmaṇ dharm K|kē hō , dēvī-dēvtā dharm K|kē ban rahē hō .
81No, you now belong to the Brahmin religion. 82You are becoming those of the deity religion.
67Dēvtāō̃ kā parchhāyā is patit sr̥iṣhṭi par nahī̃ paṛ saktā hai , ismē̃ dēvtāyē̃ ā na sakē̃ .
83The shadow of the deities cannot fall on this impure world; deities cannot enter this world.
68Tumhārē liē naī duniyā chāhiē .
84A new world is needed for you.
69Lakṣhmī key|kī bhī pūjā kartē haĩ tō ghar key|kī kitnī saphāī kar dētē haĩ .
85When they are to perform the worship of Lakshmi, they clean their houses so much.
70Ab is sr̥iṣhṭi key|kī bhī kitnī saphāī hōnī hai .
86This world is also now going to be cleaned to a very great extent.
71Sārī purānī duniyā hī khatm hō jānī hai .
87The whole of the old world is going to end.
72Lakṣhmī sē manuṣhya dhan hī māṅgtē haĩ .
88They only ask Lakshmi for wealth.
73Lakṣhmī baṛī yā jagat ambā baṛī ?
89Who is greater, Lakshmi or Jagadamba?
74 ( ambā ) ambā K|kē mandir bhī bahut haĩ .
90(Amba) There are also many temples to Amba.
75Manuṣhyō̃ kō kuchh bhī patā nahī̃ hai .
91Human beings don’t know anything.
76Tum samajhtē hō lakṣhmī tō svarg key|kī mālik aur jagat ambā jiskō sarasvatī bhī kahtē haĩ , vahī jagat ambā phir yah lakṣhmī bantī hai .
92You understand that Lakshmi is a master of heaven and that Jagadamba, who is also called Saraswati, is the same Jagadamba who then becomes this Lakshmi.
77Tumhārā pad ūñch hai , dēvtāō̃ kā pad cum|kam hai .
93Your status is more elevated than that of the deities.
78Ūñch tē ūñch tō brāhmaṇ chōṭī haĩ nā .
94The highest of all is the Brahmin topknot.
79Tum hō sabsē ūñch .
95You are the highest of all.
80Tumhārī mahimā hai - sarasvatī , jagat ambā , unsē kyā miltā hai ?
96She is praised as “Saraswati, Jagadamba”. 97What do you receive through her?
81Sr̥iṣhṭi key|kī bādśhāhī .
98The sovereignty of the world.
82Vahā̃ tum dhanvān bantē hō , viśhva kā rājya miltā hai .
99There, you are wealthy; you receive the kingdom of the world.
83Phir garīb bantē hō , bhakti mārg śhurū hōtā hai .
100Then you become poor and the path of devotion begins. 101Then you remember Lakshmi.
84Phir lakṣhmī kō yād kartē haĩ .
102Every year Lakshmi is also worshipped.
85Her|har varṣh lakṣhmī key|kī pūjā bhī hōtī hai .
103They invite Lakshmi to come every year.
86Lakṣhmī kō her|har varṣh bulātē haĩ , jagat ambā kō kōī her|har varṣh nahī̃ bulātē haĩ .
104No one invites Jagadamba to come every year. 105After all, Jagadamba is worshipped constantly.
87Jagadambā key|kī tō sadaiv pūjā hōtī hī hai , jab chāhē̃ tab ambā K|kē mandir mē̃ jāyē̃ .
106They go to Amba’s temple whenever they wish. 107Here, too, you can meet Jagadamba any time you wish.
88Yahā̃ bhī jab chāhō , jagat ambā sē mil saktē hō .
108You too are Jagadambas (world mothers), are you not?
89Tum bhī jagat ambā hō nā . 90Sabkō viśhva kā mālik bannē kā rāstā batānē vālē hō .
109You are the ones who show everyone the path to become the masters of the world.
91Jagat ambā kē pās sab kuchh jākar māṅgtē haĩ .
110They go to Jagadamba and ask for everything.
92Lakṣhmī sē sirph dhan māṅgtē haĩ .
111They ask Lakshmi for only wealth.
93Unkē āgē tō sab kāmanāyē̃ rakhē̃gē , tō sabsē ūñch martabā tumhārā abhī hai , jabki bāp K|kē ākar bachchē banē hō .
112They will put all their desires in front of her (Jagadamba). 113Now that you have come and become the Father’s children, your status is therefore the highest of all.
94Bāp varsā dētē haĩ .
114The Father gives the inheritance.
95Abhī tum hō īśhvarīy sampradāy , phir hōṅgē daivī sampradāy .
115You are now the Godly community; you will then become the deity community.
96Is samay sab manōkāmanāyē̃ bhaviṣhya kē liē pūrī hōtī haĩ .
116At this time, all the desires of your minds are fulfilled for the future.
97Kāmnā tō manuṣhya kō rahtī hai nā .
117Human beings continue to have desires.
98Tumhārī sab kāmanāyē̃ pūrī hōtī haĩ .
118All your desires are fulfilled.
99Yah tō hai āsurī duniyā .
119This is a devilish world.
100Bachchē dēkhō kitnē paidā kartē haĩ .
120Look how they produce so many children.
101Tum bachchō̃ kō tō sākṣhātkār karāyā jātā hai , satyug mē̃ kaisē kr̥iṣhṇa kā janm hōtā hai ?
121You children are given a vision of how Krishna’s birth takes place in the golden age.
102Vahā̃ tō sab kāydēsir hōtā hai , duḥkh kā nām nahī̃ rahtā .
122There, everything happens according to the laws; the word, “sorrow”, doesn’t remain.
103Unkō kahā hī jātā hai sukhdhām .
123It is definitely called the land of happiness.
104Tumnē anēk bār sukh mē̃ pās|pass kiyā hai , anēk bār hār khāī hai aur jīt bhī pāī hai .
124You have passed through happiness many times. 125You have been defeated many times and you have also gained victory many times.
105Abhī smr̥iti āī hai ki hamkō bābā paṛhātē haĩ .
126You now have the awareness that Baba is teaching us.
106School mē̃ knowledge paṛhtē haĩ .
127In a school, knowledge is studied.
107Sāth-sāth manners bhī sīkhtē haĩ nā .
128Together with that, manners are also learnt.
108Vahā̃ kōī in lakṣhmī-nārāyaṇ jaisē manners nahī̃ sīkhtē haĩ .
129There, no one learns manners like those of Lakshmi and Narayan.
109Abhī tum daivī guṇ dhāraṇ kartē hō .
130It is now that you imbibe divine virtues.
110Mahimā bhī unkī hī gātē haĩ-sarvaguṇ sampann . . . . . . . tō abhī tumkō aisā bannā hai .
131Praise is also sung of them: Full of all virtues… 132So, you now have to become like them.
111Tum bachchō̃ kō apnī is life sē kabhī taṅg nahī̃ hōnā chāhiē , kyōṅki yah hīrē jaisā janm gāyā huā hai .
133You children should never become distressed with this life of yours, because this life has been praised as the life like a diamond.
112Inkī sambhāl bhī karnī hōtī hai .
134You have to take care of it.
113Tandurūsta hōṅgē tō knowledge suntē rahē̃gē .
135If you are healthy, you continue to listen to knowledge.
114Bīmārī mē̃ bhī sun saktē haĩ .
136You can listen even during illness.
115Bāp kō yād kar saktē haĩ .
137You can also remember the Father.
116Yahā̃ jitnā din jiyēṅgē sukhī rahē̃gē .
138However many days you live here, you will remain happy.
117Kamāī hōtī rahēgī , hisāb-kitāb chuktū hōtā rahēgā .
139You will continue to be earn an income and you will continue to settle your accounts.
118Bachchē kahtē haĩ-bābā satyug kab āyēgā ?
140Children ask: Baba, when will the golden age come?
119Yah bahut gandī duniyā hai .
141This is a very dirty world.
120Bāp kahtē haĩ-arē , pahlē karmātīt avasthā tō banāō .
142The Father says: First of all, at least make your stage karmateet.
121Jitnā hō sakē purūṣhārth kartē rahō .
143Continue to make as much effort as possible.
122Bachchō̃ kō sikhlānā chāhiē ki śhivbābā kō yād karō , yah hai avyabhichārī yād .
144Children should be taught: Remember Shiv Baba; this is unadulterated remembrance.
123Ēk śhiv key|kī bhakti karnā , vah hai avyabhichārī bhakti , satōpradhān bhakti .
145To perform devotion of one Shiva is unadulterated worship, satopradhan devotion.
124Phir dēvī-dēvatāō̃ kō yād karnā , vah hai satō bhakti .
146Then, to remember the deities is sato devotion.
125Bāp kahtē haĩ uṭhtē-baiṭhtē mujh bāp kō yād karō .
147The Father says: Whilst standing and sitting, remember Me, the Father.
126Bachchē hī bulātē haĩ-hē patit-pāvan , hē liberator , hē guide . . . . . . . yah ātmā nē kahā nā .
148Only the children call out: Hey Purifier! 149Hey Liberator! 150Hey Guide! 151It is the soul that says this.
127Bachchē yād kartē haĩ , bāp abhī smr̥iti dilātē haĩ , tum yād kartē āyē hō-hē duḥkh hartā sukh kartā āō , ākar duḥkh sē chhuṛāō , liberate karō , śhāntidhām mē̃ lē jāō .
152Children remember Baba. 153The Father now reminds you how you have been remembering Me: “Hey Remover of Sorrow, Bestower of Happiness, come! 154Come and free us from sorrow! 155Liberate us!
128Bāp kahtē haĩ tumkō śhāntidhām mē̃ lē jāūṅgā , phir sukhdhām mē̃ tumkō sāth nahī̃ dētā hū̃ .
156Take us to the land of peace! 157The Father says: I shall take you to the land of peace, but I shall not accompany you to the land of happiness.
129Sāth abhī hī dētā hū̃ .
158It is only now that Igive you company.
130Sabhī ātmāō̃ kō ghar lē jātā hū̃ .
159I take all souls home.
131Mērā abhī paṛhānē kā sāth hai aur phir vāpis ghar lē jānē kā sāth hai .
160I give you My company now for the study and you then accompany Me back home; that’s all!
132Bas , maĩ apnā parichay tum bachchō̃ kō achchhī rīti baiṭh sunātā hū̃ .
161I sit here and give My introduction to you children very clearly.
133Jaisē-jaisē jō purūṣhārth karē̃gē us anusār phir vahā̃ prālabdh pāyēṅgē .
162To the extent that each of you makes effort, accordingly you will then attain your reward there.
134Samajh tō bāp bahut dētē haĩ .
163The Father gives a lot of understanding.
135Jitnā hō sakē mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē aur uṛnē K|kē paṅkh mil jāyēṅgē .
164Remember Me as much as possible and your sins will be absolved and you will receive wings with which to fly.
136Ātmā kō kōī aisē paṅkh nahī̃ haĩ .
165A soul doesn’t have wings like those wings.
137Ātmā tō ēk chhōṭī bindī hai .
166A soul is a tiny point.
138Kiskō yah patā nahī̃ hai ki ātmā mē̃ kaisē 84 janmō̃ kā part nūndhā huā hai . 139Na ātmā kā kiskō parichay hai , na paramātmā kā parichay hai .
167No one knows how a part is fixed in a soul for 84 births. 168Neither does anyone have recognition of souls, nor does anyone have recognition of the Supreme Soul.
140Tab bāp kahtē haĩ-maĩ jō hū̃ , jaisā hū̃ , mujhē kōī bhī jān nahī̃ saktā hai .
169This is why the Father says: No one can know Me as I am, what I am.
141Mērē dvārā hī mujhē aur mērī rachnā kō jān saktē haĩ .
170Only from Me can My creation and I be known.
142Maĩ hī ākar tum bachchō̃ kō apnā parichay dētā hū̃ .
171Only I come and give my introduction to you children.
143Ātmā kyā hai , vah bhī samjhātā hū̃ .
172I also explain to you what a soul is.
144Inkō soul realisation kahā jātā hai .
173This is called "soul realisation".
145Ātmā bhr̥ikuṭī K|kē bīch mē̃ rahtī hai .
174Each soul resides in the middle of a forehead.
146Kahtē bhī haĩ bhr̥ikuṭī K|kē bīch chamaktā hai ajab sitārā . . . . . . . parantu ātmā kyā chīz hai , yah bilkul kōī nahī̃ jāntē haĩ .
175They say: An amazing and unique star sparkles in the middle of the forehead. 176However, what is this soul? 177No one knows this at all.
147Jab kōī kahtē haĩ ki ātmā kā sākṣhātkār hō tō unhē̃ samjhāō ki tum tō kahtē hō bhr̥ikuṭī K|kē bīch star hai , star kō kyā dēkhē̃gē ?
178When someone says that he would like to have a vision of a soul, explain to him: You say that there is a star in the middle of the forehead. 179What is the purpose of seeing a star?
148Ṭīkā bhī star kā hī dētē haĩ .
180The dot (tilak) is also shown as a star.
149Chandramā mē̃ bhī star dikhātē haĩ .
181They also show a star in the middle of the (crescent) moon.
150Vāstav mē̃ ātmā hai star .
182In fact, each soul is a star.
151Abhī bāp nē samjhāyā hai tum gyān stars hō , bākī vah sūrya , chānd , sitārē tō māṇḍavē kō rōśhnī dēnē vālē haĩ .
183The Father has now explained: You are stars of knowledge. 184The sun, the moon and the stars are the lamps that light the stage; they are not deities.
152Vah kōī dēvtāyē̃ nahī̃ haĩ .
185On the path of devotion, they also offer water to the sun.
153Bhakti mārg mē̃ sūrya kō bhī pānī dētē haĩ .
186This Baba also used to do everything on the path of devotion.
154Bhakti mārg mē̃ yah bābā bhī sab kartē thē . 155Sūrya dēvtāē namaḥ , chandramā dēvtāē namaḥ kahkar pānī dētē thē .
187He used to say: Salutations to the deity sun, salutations to the deity moon and then make an offering of water to the sun.
156Yah sab hai bhakti mārg .
188All of that is in the path of devotion.
157Isnē tō bahut bhakti key|kī huī hai .
189This one has performed a great deal of devotion.
158Number one pūjya tō phir number one pujārī banē haĩ .
190The number one worthy of worship one then became the number one worshipper.
159Number tō ginē̃gē nā . 160Rūdra mālā K|kē bhī number tō haĩ nā .
191Numbers have to be taken into account just as there are numbers in the rosary of Rudra.
161Bhakti bhī sabsē jāstī isnē kī hai .
192This one has performed the most devotion.
162Ab bāp kahtē haĩ chhōṭē-baṛē sabkī vānaprasth avasthā hai .
193The Father now says: Young and old, it is now everyone’s stage of retirement.
163Abhī maĩ sabkō lē jāūṅgā phir yahā̃ āyēṅgē hī nahī̃ .
194I will now take everyone back and you won’t return here at all.
164Bākī śhāstrō̃ mē̃ jō dikhātē haĩ-pralay huī , jalmaī hō gaī phir pīpal K|kē pattē par kr̥iṣhṇa āyā . . . . . . . bāp samjhātē haĩ sāgar key|kī kōī bāt nahī̃ .
195The things they depict in the scriptures, such as annihilation taking place, the world flooding and Krishna arriving on a pipal leaf do not really happen like that. 196The Father explains that it is not a matter of an ocean.
165Vahā̃ tō garbh mahal hai , jahā̃ bachchē bahut sukh mē̃ rahtē haĩ .
197There, it is the palace of a womb, where babies live very happily.
166Yahā̃ garbh-jēl kahā jātā hai .
198Here, it is called the jail of a womb.
167Pāpō̃ key|kī bhōgnā garbh mē̃ miltī hai .
199It is in a womb that one receives the punishment for sins.
168Phir bhī bāp kahtē haĩ manmanābhav , mujhē yād karō .
200However, the Father says: Manmanabhav! 201Remember Me!
169Pradarśhanī mē̃ kōī pūchhtē haĩ sīṛhī mē̃ aur kōī dharm kyō̃ nahī̃ dikhāyē haĩ ? 170Bōlō , aurō̃ K|kē 84 janm tō haĩ nahī̃ .
202If people ask at the exhibition, "Why aren’t there any other religions shown in the picture of the ladder?", tell them: Those of other religions don’t take 84 births.
171Sab dharm jhāṛ mē̃ dikhāyē̃ haĩ , ussē tum apnā hisāb nikālō ki kitnē janma liē hōṅgē .
203All the other religions are shown in the tree. 204You can calculate for yourself from that how many births you will take.
172Hamkō tō sīṛhī 84 janmō̃ key|kī dikhānī hai .
205We have to show the ladder of 84 births.
173Bākī sab chakra mē̃ aur jhāṛ mē̃ dikhāyē haĩ .
206Everything else is shown in the tree and the cycle.
174Inmē̃ sab bātē̃ samjhāī haĩ .
207Everything is explained in them.
175Nakśhā dēkhnē sē buddhi mē̃ ā jātā hai nā-laṇḍan kahā̃ hai , phalānā śhahar kahā̃ hai .
208When you look at a map, your intellect understands where London is, where such-and-such a city is.
176Bāp kitnā sahaj kar samjhātē haĩ .
209The Father makes it so easy for you to explain.
177Sabhī kō yahī batāō ki 84 kā chakra aisē phirtā hai .
210Show everyone how the cycle of 84 births turns.
178Abhī tamōpradhān sē satōpradhān bannā hai tō bēhad K|kē bāp kō yād karō tō tum pāvan ban jāyēṅgē aur phir pāvan ban pāvan duniyā mē̃ chalē jāyēṅgē .
211Now, if you want to become satopradhan from tamopradhan, then remember the unlimited Father and you will become pure. 212Then, having become pure, you will go to the pure world.
179Kōī taklīph key|kī bāt nahī̃ hai .
213This is not a difficult matter.
180Jitnā samay milē bāp kō yād karō tō pakkī ṭēv paṛ jāyēgī .
214Whatever time you have, remember the Father. 215That will then become a powerful habit.
181Bāp kī yād mē̃ tum dēhlī tak paidal jāō tō bhī thakāvaṭ nahī̃ hōgī .
216Even if you were to walk to Delhi whilst in remembrance of the Father, you wouldn’t have any tiredness.
182Sachchī yād hōgī tō dēh kā bhān ṭūṭ jāyēgā , phir thakāvaṭ hō nahī̃ saktī .
217If there is true remembrance, the consciousness of the body would be broken; then there wouldn’t be tiredness.
183Pichhāṛī mē̃ ānē vālē aur hī yād mē̃ tīkhē jāyēṅgē .
218Those who come at the end will go even faster in remembrance.
184Achchhā !
219Achcha.
185Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
220To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
186Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
221The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
187Dhārṇā kē liē mukhya sār :
222Essence for dharna:
1881 ) ēk bāp key|kī avyabhichārī yād mē̃ rah dēh-bhān kō khatm karnā hai .
223 1. Stay in the unadulterated remembrance of the one Father and finish all consciousness of the body.
189Apnī karmātīt avasthā banānē kā purūṣhārth karnā hai . 190Is śharīr mē̃ rahtē avināśhī kamāī jamā karnī hai .
224Make effort to become karmateet. 225For as long as you reside in that body, you have to accumulate an imperishable income.
1912 ) gyānī tū ātmā ban aurō̃ key|kī service karnī hai , bāp sē jō sunā hai usē dhāraṇ kar dūsrō̃ kō sunānā hai .
226 2. Become a knowledgeable soul and serve others. 227Imbibe whatever you hear from the Father, and then relate it to others.
1925 vikārō̃ kā dān dē rāhū K|kē grahaṇ sē mukt hōnā hai .
228Donate the five vices and become free from the omens of Rahu.
Blessing
193Vardān : mansā śhakti K|kē anubhav dvārā viśhāl kārya mē̃ sadā sahyōgī bhav
229Blessing: May you constantly experience the power of your mind and use it to be co-operative in the huge tasks.
194Prakr̥iti kō , tamōguṇī ātmāō̃ K|kē vibration kō parivartan karnā tathā khūnē nāhēk vāyumaṇḍal , vibration mē̃ svayã kō safe rakhnā , anya ātmāō̃ kō sahyōg dēnā , naī sr̥iṣhṭi mē̃ naī rachnā kā yōgbal sē prārambh karanā-in sab viśhāl kāryō̃ kē liē mansā śhakti key|kī āvaśhyaktā hai .
230 In order to transform matter and the vibrations of tamoguni souls and to keep yourself safe in the atmosphere and vibrations of unnecessary bloodshed, to give co-operation to many souls, to begin the new creation with the power of yoga for the new world, for all these huge tasks, you need the power of your mind.
195Mansā śhakti dvārā hī svayã key|kī ant suhānī hōgī .
231It is only with the power of your mind that your final moments will be beautiful.
196Mansā śhakti arthāt śhrēṣhṭh saṅkalp śhakti , ēk kē sāth line klīyar-abhī iskē anubhavī banō tab bēhad K|kē kārya mē̃ sahyōgī ban bēhad viśhva K|kē rājya adhikārī banē̃gē .
232The power of the mind means the power of elevated thoughts, to have a clear line with the One. 233Now become experienced in this and you will then be able to co-operate in the unlimited tasks and claim a right to the unlimited kingdom.
Slogan
197Slōgan : nirbhayatā aur namratā hī yōgī va gyānī ātmā kā svarūp hai .
234Slogan: Fearlessness and humility are the forms of a yogi and gyani soul.
235*** Om Shanti ***