मंगलवार 3 मार्च 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

003-03-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 03/03/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - paṛhāī hī kamāī hai , paṛhāī source of income hai , is paṛhāī sē hī tumhē̃ 21 janmō̃ kē liē khajānā jamā karnā hai ' '

1Essence: Sweet children, the study is your income. 2This study is your source of income. 3Only through this study can you accumulate an income for 21 births.

Question

2Praśhna  : jin bachchō̃ par brahspati key|kī daśhā hōgī unkī niśhānī kyā dikhāī dēgī  ?

4Question: What are the visible signs of the children who experience the omens of Jupiter?

Answer

3Uttar  : unkā pūrā-pūrā dhyān śhrīmat par hōgā . 4Paṛhāī achchhī tarah paṛhē̃gē .

5Answer: They pay full attention to shrimat.

5Kabhī bhī fail nahī̃ hōṅgē .

6They study very well. 7They never fail.

6Śhrīmat kā ullaṅghan karnē vālē hī paṛhāī mē̃ fail hōtē haĩ , un par phir rāhū kī daśhā baiṭh jātī hai .

8Those who disobey shrimat fail in their studies. 9The omens of Rahuare over them.

7Abhī tum bachchō̃ par vr̥ikṣhapati bāp dvārā brahaspati key|kī daśhā baiṭhī hai .

10The omens of Jupiter, the Seed of the Tree, are now over you children.

Song

8Gīt  : is pāp key|kī duniyā sē …

11Song: Take us away from this world of sin to a place of rest and comfort.

Murli

9Ōm śhānti .

12Om shanti.

10Yah hai pāp ātmāō̃ key|kī pukār .

13This is the call of sinful souls.

11Tumkō tō pukārnā nahī̃ hai kyōṅki tum pāvan ban rahē hō .

14You no longer have to call out because you are becoming pure.

12Yah dhāraṇ karnē key|kī bāt hai .

15These matters have to be imbibed.

13Baṛā bhārī yah khajānā hai . 14Jaisē school key|kī paṛhāī bhī khajānā hai nā .

16Just as in a school, study is a treasure, so this study too is a very valuable treasure.

15Paṛhāī sē śharīr nirvāh chaltā hai .

17You are able to earn your livelihood from what you study.

16Bachchē jāntē haĩ bhagvān paṛhātē haĩ .

18You children know that God is teaching you.

17Yah baṛī ūñch kamāī hai kyōṅki aim object sāmnē khaṛī hai .

19This is a very high income because your aim and objective is in front of you.

18Sachchā-sachchā satsaṅg yah ēk hī hai .

20There is only one real satsang (company of the Truth).

19Bākī sab haĩ jhūṭh saṅg .

21All other satsangs are false.

20Tum jāntē hō satsaṅg ēk hī bār hōtā hai sārē kalp mē̃ .

22You know that it is only once in this cycle that you have the company of the Truth.

21Jabki pukārtē haĩ patit-pāvan āō .

23You called out: “O Purifier come!”

22Ab vah pukārtē rahtē haĩ , yahā̃ tumhārē sāmnē baiṭhē haĩ .

24They are still calling out, whereas He is sitting in front of you.

23Tum bachchē jāntē hō ham purūṣhārth kar rahē haĩ naī duniyā kē liē , jahā̃ duḥkh kā nām-niśhān nahī̃ hōgā .

25You children know that you are making effort for the new world where there is no name or trace of sorrow.

24Tumkō chain miltā hai svarg mē̃ .

26You receive rest and comfort in heaven.

25Nark mē̃ thōṛēhī chain hai .

27There is no rest or comfort in hell.

26Yah tō viṣhay sāgar hai , kaliyug hai nā . 27Sab duḥkhī hī duḥkhī haĩ .

28This is the ocean of poison; it is the iron age.

28Bhraṣhṭāchār sē paidā hōnē vālē haĩ isliē ātmā pukārtī hai-bābā ham patit ban gayē haĩ .

29Everyone is unhappy; everyone is born through sin. 30This is why souls call out, “Baba, we have become impure”.

29Pāvan hōnē kē liē gaṅgā mē̃ snān karnē jātē haĩ .

31They bathe in the Ganges in order to become pure.

30Achchhā , snān kiyā tō pāvan hō jānā chāhiē nā .

32Achcha, once they have bathed they should have become pure.

31Phir ghaṛī-ghaṛī dhakkē kyō̃ khātē haĩ  ?

33So, why do they bathe again and again?

32Dhakkē khātē sīṛhī nīchē utartē-utartē pāp ātmā ban jātē haĩ .

34Whilst stumbling around, they come down the ladder and become sinful.

3384 kā rāz tum bachchō̃ kō bāp hī baiṭh samjhātē haĩ aur dharm vālē tō 84 janm lētē nahī̃ .

35It is the Father who sits here and explains to you children the significance of 84 births.

34Tumhārē pās|pass yah 84 janmō̃ kā chitra ( sīṛhī ) baṛā achchhā banā huā hai .

36Those of other religions do not take 84 births. 37You have created a very good picture of 84 births (the ladder).

35Kalpa vr̥ikṣha kā bhī chitra hai gītā mē̃ .

38There is a picture of the kalpa tree in the Gita too.

36Parantu bhagvān nē gītā kab sunāī , kyā ākar kiyā , yah kuchh nahī̃ jāntē .

39However, no one knows when God related the Gita or what He did when He came.

37Aur dharm vālē apnē-apnē śhāstra kō jāntē haĩ , bhāratvāsī bilkul nahī̃ jāntē .

40People of other religions know about their own scriptures, but the people of Bharat know absolutely nothing.

38Bāp kahtē haĩ maĩ saṅgamyug par hī svarg key|kī sthāpanā karnē ātā hū̃ .

41The Father says: It is only at the confluence age that I come to establish heaven.

39Drama mē̃ change hō nahī̃ saktī .

42There cannot be any change in the drama.

40Jō kuchh drama mē̃ nūndh haĩ , vah hūbahū hōnā hī hai .

43Whatever is fixed in the drama has to repeat identically.

41Aisē nahī̃ , hōkar phir badal jānā hai .

44It isn’t that it happens once and then it changes.

42Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ drama kā chakra pūrā baiṭhā huā hai .

45The cycle of the drama is instilled in the intellects of you children very well.

43Is 84 K|kē chakra sē tum kabhī chhūṭ nahī̃ saktē hō arthāt yah duniyā kabhī khatm nahī̃ hō saktī .

46You can never be liberated from the cycle of 84 births. 47That means that this world cycle can never end.

44World key|kī history-geography repeat hōtī hī rahtī hai .

48The history and geography of the world repeat.

45Yah 84 kā chakra ( sīṛhī ) bahut jarūrī hai .

49This picture of the cycle of 84 births (ladder) is most essential.

46Trimūrti aur gōlā tō mukhya chitra haĩ .

50The pictures of the Trimurti and the world cycle are the main ones.

47Gōlē mē̃ clear dikhāyā huā hai-har ēk yug 1250 varṣh kā hai .

51Everything is shown clearly in the cycle. 52Each age has 1250 years.

48Yah hai jaisē andhō̃ kē āgē āinā .

53This is like a mirror for the blind.

4984 janm-patrī kā āinā .

54It is a mirror of the horoscope of 84 births.

50Bāp tum bachchō̃ key|kī daśhā varṇan kartē haĩ .

55The Father speaks about the omens of you children.

51Bāp tumhē̃ bēhad key|kī daśhā batlātē haĩ .

56The Father shows you unlimited omens.

52Abhī tum bachchō̃ par br̥ihaspati key|kī avināśhī daśhā baiṭhī hai .

57You children are now under the imperishable omens of Jupiter.

53Phir hai paṛhāī par madār .

58Everything depends on how you study.

54Kōī par br̥ihaspati key|kī , kōī par chakra key|kī , kōī par rāhū kī daśhā baiṭhī hai . 55Nā-pass huā tō rāhū kī daśhā kahē̃gē . 56Yahā̃ bhī aisē haĩ .

59Over some, there are the omens of Jupiter, whereas over others, there are the omens of Venus and over others, there are the omens of Rahu.

57Śhrīmat par nahī̃ chaltē haĩ tō rāhū key|kī avināśhī daśhā baiṭh jātī hai .

60If there is failure, there are the omens of Rahu. 61The same thing happens here.

58Vah br̥ihaspati key|kī avināśhī daśhā , yah phir rāhū kī daśhā hō jātī .

62When you do not follow shrimat, there are the imperishable omens of Rahu.

59Bachchō̃ kō paṛhāī par pūrā dhyān dēnā chāhiē , ismē̃ bahānā nahī̃ dēnā chāhiē .

63There are imperishable, good omens and there are also imperishable, bad omens of Rahu.

60Centre dūr hai , yah hai . . . . . . paidal karnē mē̃ 6 ghaṇṭā bhī lagē tō bhī pahuñchnā chāhiē .

64You children have to pay a lot of attention to your study. 65You must not make excuses such as that your centre is too far away.

61Manuṣhya yātrāō̃ par jātē haĩ , kitnā dhakkē khātē haĩ .

66Even if it takes six hours to reach a centre by walking, you should go.

62Āgē bahut paidal jātē thē , bailgāṛī mē̃ bhī jātē thē .

67When people go on a pilgrimage they stumble so much. 68Previously, many used to go on foot.

63Yah tō ēk śhahar key|kī bāt hai .

69Some would even go on bullock-carts.

64Yah bāp key|kī kitnī baṛī university hai , jissē tum yah lakṣhmī-nārāyaṇ bantē hō .

70That is a question of just going to one city. 71This university of the Father is so great that you become like Lakshmi or Narayan.

65Aisī ūñch paṛhāī kē liē kōī kahē dūr paṛtā hai yā phursat nahī̃  !

72Yet, for such an elevated study, some say that it is too far away, or that they do not have time.

66Bāp kyā kahē̃gē  ?

73What would the Father say?

67Yah bachchā tō lāyak nahī̃ hai .

74That such a child is not worthy.

68Bāp ūñch uṭhānē ātē , yah apnī satyānāśh kar dētē .

75The Father comes to uplift you and you then destroy your own truth.

69Śhrīmat kahtī hai-pavitra banō , daivīguṇ dhāraṇ karō .

76Shrimat says: Become pure and imbibe divine virtues.

70Ikaṭṭhē rahtē bhī vikār mē̃ nahī̃ jānā hai .

77Even though you live together, you must not indulge in vice.

71Bīch mē̃ gyān-yōg key|kī talvār hai , hamkō tō pavitra duniyā kā mālik bannā hai .

78There has to be the sword of knowledge and yoga between you. 79We have to become the masters of the pure world.

72Abhī tō patit duniyā K|kē mālik haĩ nā .

80At present, we are the masters of the impure world.

73Vah dēvtāyē̃ thē double sirtāj phir ādhākalp bād light kā tāj uṛ jātā hai .

81Those deities were doublecrowned. 82Then, after half a cycle, they lost their crown of light.

74Is samay light kā tāj kōī par bhī nahī̃ hai .

83No one at present has a crown of light.

75Sirph jō dharm sthāpak haĩ , un par hō saktā hai kyōṅki vah pavitra ātmāyē̃ śharīr mē̃ ākar pravēśh kartī haĩ .

84The founders of religions are shown with this (halo), because they are pure souls who incarnate into bodies.

76Yahī bhārat hai , jismē̃ double sirtāj bhī thē , single tāj vālē bhī thē .

85In Bharat there are those who are doublecrowned and also those who are singlecrowned.

77Abhī tak bhī double sirtāj kē āgē single tāj vālē māthā ṭēktē haĩ kyōṅki vah haĩ pavitra mahārājā-mahārānī .

86Even today, those with a single crown still bow to the idols of those with a double crown, because they were pure emperors and empresses.

78Mahārājāyē̃ rājāō̃ sē baṛē hōtē haĩ , unkē pās|pass baṛī-baṛī jāgīr hōtī hai .

87Emperors are greater than kings and have greater property.

79Sabhā mē̃ bhī mahārājāyē̃ āgē aur rājāyē̃ pīchhē baiṭhtē haĩ number-vār .

88At court, the emperors sit at the front and the kings sit, numberwise, behind them.

80Kāydēsir unhō̃ key|kī darbār lagtī hai .

89Their court is very systematic and disciplined.

81Yah bhī īśhvarīy darbār hai , inkō indra sabhā bhī gāyā jātā hai .

90This, is God’s court too. 91It is also remembered as the Court of Indra.

82Tum gyān sē pariyā̃ bantē hō .

92You become angels through knowledge.

83Ḵẖūbṣhūrat kō parī kahā jātā hai nā .

93A beautiful person is called an angel.

84Rādhē-kr̥iṣhṇa key|kī natural beauty hai nā , isliē sundar kahā jātā hai .

94Radhe and Krishna have natural beauty. 95This is why they are called beautiful.

85Phir jab kām chitā par baiṭhtē haĩ tō vah bhī bhinn nām-rūp mē̃ śhyām bantē haĩ .

96When they sit on the pyre of lust, they become ugly in all their many different names and forms.

86Śhāstrō̃ mē̃ kōī yah bātē̃ nahī̃ haĩ .

97These things are not mentioned in the scriptures.

87Gyān , bhakti aur vairāgya , tīn chījē̃ haĩ .

98There are the three things: knowledge, worship and disinterest.

88Gyān ūñch tē ūñch hai .

99Knowledge is the highest of all.

89Abhī tum gyān prāpt kar rahē hō .

100You are now receiving knowledge.

90Tumkō vairāgya hai bhakti sē .

101You have disinterest in devotion.

91Yah sārī tamōpradhān duniyā ab khatm hōnē vālī hai , unsē vairāgya hai .

102The whole tamopradhan world is now to be destroyed so you have disinterest in it.

92Jab nayā makān banātē haĩ tō purānē sē vairāgya hō jātā hai nā .

103When a new building is being built, there is disinterest in the old one.

93Vah hai had key|kī bāt , yah hai bēhad key|kī bāt .

104That is a limited matter whereas this is an unlimited matter.

94Ab buddhi naī duniyā taraph hai .

105Your intellects are now connected to the new world.

95Yah hai purānī duniyā nark , satyug-trētā kō kahā jātā hai śhivālay . 96Śhivbābā key|kī sthāpanā key|kī huī hai nā .

106This is the old world, hell. 107The golden and silver ages are called the land of Shiva because they are established by Shiv Baba.

97Abhī is vēśhyālay sē tumkō naphrat ātī hai .

108You now dislike this brothel. 109Many people do not dislike it.

98Kaiyō̃ kō naphrat nahī̃ ātī hai . 99Śhādī barbādī kar gutter mē̃ girnā chāhtē haĩ .

110They want to fall into the gutter and destroy themselves by getting married.

100Manuṣhya tō sabhī haĩ viṣhay vaitaraṇī nadī mē̃ , gand mē̃ paṛē haĩ .

111All human beings are drowning in the river of poison. 112They are in that dirt.

101Ēk-dō kō duḥkh dētē haĩ .

113They continue to make one another unhappy.

102Gāyā bhī jātā hai amr̥it chhōṛ viṣh kāhē kō khāē .

114It is said: Why should you renounce nectar and drink poison?

103Jō kuchh kahtē haĩ uskā arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .

115They do not understand the meaning of what they say.

104Tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār haĩ .

116You children are also numberwise.

105Sensible teacher dēkhtē hī samajh lēgā ki inkī buddhi kahā̃ bhaṭak rahī hai , class K|kē bīch kōī ubāsī lētē yā jhuṭkā khātē haĩ tō samjhā jātā hai inkī buddhi kahā̃ gharbār yā dhandhē taraph bhaṭak rahī hai .

117A sensible teacher would instantly be able to tell if someone's intellect is wandering elsewhere. 118If someone yawns or nods off in the middle of class, it would be understood that that one’s intellect is wandering towards his home or business.

106Ubāsī thakāvaṭ key|kī bhī niśhānī haĩ .

119Yawning is also a sign of tiredness.

107Dhandhē mē̃ manuṣhyō̃ key|kī kamāī hōtī rahtī hai tō rāt kō 1-2 bajē tak bhī baiṭhē rahtē haĩ , kabhī ubāsī nahī̃ ātī .

120When people are earning an income in their business, they sit till one or two in the morning and never yawn.

108Yah tō bāp kitnā khajānā dētē haĩ .

121The Father gives you such treasures.

109Ubāsī dēnā ghāṭē key|kī niśhānī hai .

122Therefore, to yawn is a sign of loss.

110Dēvālā mārnē vālē ghuṭkā khātē bahut ubāsī dētē haĩ .

123Those who have become bankrupt continue to nod off and yawn a lot.

111Tumkō tō khajānē K|kē pichhāṛī khajānā miltā rahtā hai tō kitnā attention hōnā chāhiē .

124You continue to receive so many treasures after treasures. 125Therefore, you have to pay a lot of attention.

112Paṛhāī samay kōī ubāsī dē tō sensible teacher samajh jāyēgā ki inkā buddhiyōg aur taraph bhaṭaktā rahtā hai .

126If, at the time of studying, someone yawns, a sensible teacher can understand that that one’s intellect is wandering off in yoga elsewhere.

113Yahā̃ baiṭhē gharbār yād āyēgā , bachchē yād āyēṅgē .

127While you are sitting here you remember your home or children.

114Yahā̃ tō tumkō bhaṭṭhī mē̃ rahnā hōtā hai , aur kōī key|kī yād na āyē .

128You are sitting here in a bhatthi. 129No one else should be remembered.

115Samjhō kōī 6 din bhaṭṭhī mē̃ rahā , pichhāṛī mē̃ kiskī yād I|āī|eye , chiṭṭhī likhī tō fail kahē̃gē phir 7 rōz śhurū karō .

130It would be said of those who stay in a bhatthi for six days and then remember someone and write a letter to that one that they have failed. 131They have to start the seven days again.

1167 rōz bhaṭṭhī mē̃ ḍāltē haĩ ki sab bīmārī nikal jāē .

132You are made to sit in a bhatthi for seven days so that all your illness can be removed.

117Tum ādhākalp K|kē mahān rōgī hō .

133You have been greatly diseased for half a cycle.

118Baiṭhē-baiṭhē akālē mr̥iityu hō jātī hai .

134Even whilst sitting somewhere, some have untimely death.

119Satyug mē̃ aisē kabhī hōtā nahī̃ hai .

135This never happens in the golden age.

120Yahā̃ tō kōī na kōī bīmārī jarūr hōtī hai .

136Here, there is always some illness or other.

121Marnē K|kē samay bīmārī mē̃ chillātē rahtē haĩ .

137Whilst dying, they cry out because of that illness.

122Svarg mē̃ zarā bhī duḥkh nahī̃ hōtā .

138There isn't the slightest sorrow in heaven.

123Vahā̃ tō samay par samajhtē haĩ-abhī time pūrā huā hai , ham yah śharīr chhōṛ bachchē bantē haĩ .

139There, at the right time, they understand that the time for that body is at an end. 140"I am to leave this body and become a child".

124Yahā̃ bhī tumkō sākṣhātkār hōṅgē ki yah bantē haĩ .

141Here, you will have visions of what you will become there.

125Aisē bahutō̃ kō sākṣhātkār hōtē haĩ .

142Many people have visions like this.

126Gyān sē bhī jāntē haĩ ki ham beggar to prince ban rahē haĩ .

143Through knowledge you understand that you are changing from beggars to princes.

127Hamārī aim object hī yah rādhē-kr̥iṣhṇa bannē kī hai .

144Your aim and objective is to become Radhe or Krishna, not Lakshmi or Narayan.

128Lakṣhmī-nārāyaṇ nahī̃ , rādhē kr̥iṣhṇa kyōṅki pūrē 5 hazār varṣh tō inkē hī kahē̃gē .

145Radhe and Krishna go through the complete 5000 years. 146Lakshmi and Narayan have at least 20 to 25 years less.

129Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē tō phir bhī 20-25 varṣh kam hō jātē haĩ isliē kr̥iṣhṇa key|kī mahimā jāstī hai .

147This is why there is greater praise of Krishna. 148No one knows that Radhe and Krishna become Lakshmi and Narayan.

130Yah bhī kiskō patā nahī̃ ki rādhē-kr̥iṣhṇa hī phir sō lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ .

149You children understand that this is a study. 150You continue to open a centre in every village.

131Abhī tum bachchē samajhtē jātē hō , yah paṛhāī hai .

151This is your university-cum-hospital.

132Har ēk gānv-gānv mē̃ centre khultē jātē haĩ .

152You only need three square feet of land for this. 153It is a wonder!

133Tumhārī yah hai university cum|kam hospital .

154If it is in someone's fortune, he will have a satsang even in his room.

134Ismē̃ sirph 3 pair pr̥ithvī chāhiē . 135Wonder hai nā .

155There are many wealthy people here but their wealth will turn to dust.

136Jinkī takdīr mē̃ hai tō vē|way apnē kamrē mē̃ bhī satsaṅg khōl dētē haĩ .

156You are now claiming your inheritance for your future 21 births from the Father.

137Yahā̃ jō bahut paisē vālē haĩ , unhō̃ K|kē paisē tō sab miṭṭī mē̃ mil jānē haĩ .

157The Father Himself says: Whilst seeing this old world, your intellects should be in yoga there. 158Practise this whilst doing everything.

138Tum bāp sē varsā lē rahē hō bhaviṣhya 21 janmō̃ kē liē .

159You have to consider everything. 160You are now practising this.

139Bāp khud kahtē haĩ-is purānī duniyā kō dēkhtē huē buddhi kā yōg vahā̃ lagāō , karma kartē huē yah practice karō .

161The Father explains: Always carry out pure acts; never perform an impure act. 162If you have any sickness, the Surgeon is sitting here; take advice from Him.

140Her|har bāt dēkhnī hōtī hai nā .

163Each of you has your own sickness.

141Tumhārī ab practice hō rahī hai .

164You receive good advice from the Surgeon.

142Bāp samjhātē haĩ hamēśhā śhuddha karma karō , aśhuddh kōī kām na karō . 143Kōī bhī bīmārī hai tō surgeon baiṭhā hai , ussē rāy karō .

165You can ask what you should do in your situation. 166Pay attention so that you don’t carry out any sinful act. 167It is said: As is the food, so the mind.

144Har ēk key|kī bīmārī apnī hai , surgeon sē tō achchhī rāy milēgī .

168Those who buy meat, those who sell meat or serve it to others to eat accumulate a burden.

145Pūchh saktē hō is hālat mē̃ kyā karē̃  ?

169Never hide anything from the Father, the Purifier.

146Attention rakhnā hai ki kōī vikarma na hō jāē .

170If you hide something from the Surgeon, that sickness cannot be removed.

147Yah bhī gāyan hai jaisā ann vaisā man .

171This is the unlimited, eternal Surgeon.

148Māns kharīd karnē vālē par , bēchnē vālē par , khilānē vālē par bhī pāp lagtā hai .

172People of the world do not know Him. 173You are now receiving knowledge but you still lack yoga a lot.

149Patit-pāvan bāp sē kōī bāt chhipānī nahī̃ chāhiē .

174You do not stay in remembrance at all.

150Surgeon sē chhipāyā tō bīmārī chhūṭēgī nahī̃ . 151Yah hai bēhad kā avināśhī surgeon .

175Baba knows that you are unable to stabilise yourselves in remembrance instantly; it is numberwise.

152In bātō̃ kō duniyā tō nahī̃ jāntī hai . 153Tumkō bhī abhī knowledge mil rahī hai phir bhī yōg mē̃ bahut kamī hai .

176When you have finished the pilgrimage of remembrance, it will be said that you have reached your karmateet stage.

154Yād bilkul kartē nahī̃ haĩ .

177There will then be the war.

155Yah tō bābā jāntē haĩ phaṭ sē kōī yād ṭhahar nahī̃ jāyēgī .

178Until then, something or other will continue to happen.

156Number-vār tō haĩ nā . 157Jab yād kī yātrā pūrī hōgī tab kahē̃gē karmātīt avasthā pūrī huī , phir laṛāī bhī pūrī lagēgī , tab tak kuchh na kuchh hōtā phir band hōtā rahēgā .

179The war can begin at any time and everything will then come to an end. 180However, the conscience says that the Great War cannot begin until the new kingdom has been established. 181There will be small wars and they will stop.

158Laṛāī tō kabhī bhī chhiṛ saktī hai .

182No one knows that a kingdom is being established.

159Parantu vivēk kahtā hai jab tak rājāī sthāpan nahī̃ huī hai tab tak baṛī laṛāī nahī̃ lagēgī .

183There are people with satopradhan, sato, rajo and tamo intellects. 184Amongst you, those with satopradhan intellects continue to have remembrance very well.

160Thōṛī-thōṛī lagkar band hō jāyēgī .

185There must be hundreds of thousands of Brahmins.

161Yah tō kōī nahī̃ jāntē ki rājāī sthāpan hō rahī hai .

186However, some of them are real children whereas others are stepchildren.

162Satōpradhān , satō , rajō , tamō buddhi tō hai nā . 163Tumhārē mē̃ bhī satōpradhān buddhi vālē achchhī rīti yād kartē rahē̃gē .

187The real ones do good service. 188They follow the directions of the Mother and Father, whereas the stepchildren follow the directions of Ravan.

164Brāhmaṇ tō abhī lākhō̃ key|kī andāz mē̃ hōṅgē parantu usmē̃ bhī sagē aur lagē tō haĩ nā .

189They continue to limp along, sometimes following the directions of Ravan and sometimes following the directions of Rama.

165Sagē achchhī service karē̃gē , mā̃-bāp key|kī mat par chalē̃gē . 166Lagē rāvaṇ key|kī mat par chalē̃gē .

190You children heard the song: Baba, take us away to a place where there is rest and comfort.

167Kuchh rāvaṇ key|kī mat par , kuchh rām key|kī mat par laṅgṛātē chalē̃gē .

191Only in heaven is there rest and comfort; there isn't even the name of sorrow.

168Bachchō̃ nē gīt sunā .

192Heaven is called the golden age.

169Kahtē haĩ-bābā , aisī jagah lē chalō jahā̃ chain hō .

193It is now the iron age, and so how could heaven be here now? 194Your intellects are now becoming clean.

170Svarg mē̃ chain hī chain hai , duḥkh kā nām nahī̃ .

195Those with degraded intellects bow down in front of those with clean intellects.

171Svarg kahā hī jātā hai satyug kō .

196Regard is given to those who remain pure.

172Abhī tō hai kaliyug .

197Sannyasis remain pure.

173Yahā̃ phir svarg kahā̃ sē āyā .

198This is why householders bow their heads to them.

174Tumhārī buddhi ab svachchha bantī jātī hai . 175Svachchha buddhi vālō̃ kō mlēchchh buddhi naman kartē haĩ .

199However, sannyasis take birth through vice and then become sannyasis, whereas deities are completely viceless.

176Pavitra rahnē vālō̃ kā mān hai .

200Sannyasis wouldn’t be called completely viceless.

177Sanyāsī pavitra haĩ tō gr̥ihasthī unhō̃ kō māthā ṭēktē haĩ .

201Therefore, children, your mercury of happiness should rise within you.

178Sanyāsī tō vikār sē janma lē phir sanyāsī bantē haĩ . 179Dēvtāō̃ kō tō kahā hī jātā hai sampūrṇ nirvikārī .

202This is why it is said: “If you want to know about supersensuous joy ask the gopes and gopis who are studying and receiving the inheritance from the Father.

180Sanyāsiyō̃ kō kabhī sampūrṇ nirvikārī nahī̃ kahē̃gē .

203Your intoxication rises here because you listen to Baba personally.

181Tō tum bachchō̃ kō andar bahut khuśhī kā pārā chaṛhnā chāhiē isliē kahā jātā hai atīndriya sukh pūchhnā hō tō gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō , jō bāp sē varsā lē rahē haĩ , paṛh rahē haĩ .

204For some, the intoxication remains permanently high, whereas for others it quickly disperses. 205Because they become influenced by bad company, their intoxication doesn’t remain stable. 206Many such people come to the centres. 207They have a little intoxication.

182Yahā̃ sammukh sunnē sē naśhā chaṛhtā hai phir kōī kā kāyam rahtā hai , kōī kā tō jhaṭ uṛ jātā hai .

208Then they go to a party and drink and smoke and finish everything for themselves. 209The influence of bad company is very negative.

183Saṅgdōṣh K|kē kāraṇ naśhā sthāī nahī̃ rahtā .

210Swans and storks cannot live together.

184Tumhārē centres par aisē bahut ātē haĩ . 185Thōṛā naśhā chaṛhā phir party ādi mē̃ kahā̃ gayē , śharāb , bīṛī ādi piyā , khalās .

211In some cases the husband becomes a swan and the wife remains a stork, and, in other cases, the wife becomes a swan and the husband remains a stork.

186Saṅgdōṣh bahut kharāb hai . 187Hans aur bagulē ikaṭṭhē rah na sakē̃ .

212If one of them says that he or she wants to maintain purity, he or she is beaten.

188Pati hans bantā tō patnī bagulā ban jātī .

213In some homes, everyone becomes a swan.

189Kahā̃ phir strī hansṇī ban jātī , pati bagulā hō paṛtā .

214Then, whilst moving along, they change from swans back into storks.

190Kahē pavitra banō tō mār khāyē . 191Kōī-kōī ghar mē̃ sab hans hōtē haĩ phir chaltē-chaltē hans sē badal bagulā ban paṛtē haĩ .

215The Father says: All of you have to make yourselves into bestowers of happiness. 216Make even your children into bestowers of happiness.

192Bāp tō kahtē apnē kō sab sukhdāī banāō .

217This is the land of sorrow.

193Bachchō̃ kō bhī sukhdāī banāō .

218Many calamities are still to come.

194Yah tō duḥkhdhām hai nā . 195Abhī tō bahut āphatē̃ ānī haĩ phir dēkhnā kaisē trāhi-trāhi kartē haĩ .

219At that time, you will see how many people cry out in distress because the Father came and yet they didn’t claim the inheritance from Him.

196Arē , bāp āyā , hamnē bāp sē varsā nahī̃ pāyā phir tō too late hō jāyēgī .

220It will then be too late! 221The Father comes to give them the kingdom of heaven, but they then lose it.

197Bāp svarg kī bādśhāhī dēnē ātē haĩ , vah ganvā baiṭhtē isliē bābā samjhātē haĩ ki bābā kē pās hamēśhā majbūt kō lē āō . 198Jō khud samajhkar dūsrō̃ kō bhī samjhā sakē .

222Therefore, Baba explains” Always bring in front of Baba those who are strong and firm, those who are able to understand for themselves and are then able to explain to others.

199Bākī bābā kōī sirph dēkhnē key|kī chīz tō hai nahī̃ .

223Baba is not someone people can simply come and have a glimpse of.

200Śhivbābā kahā̃ dikhāī paṛtā hai .

224Shiv Baba cannot be seen anywhere.

201Apnī ātmā kō dēkhā hai kyā  ?

225Have you seen yourself, a soul?

202Sirph jāntē hō .

226You simply know it.

203Vaisē paramātmā kō bhī jānnā hai .

227Similarly, you have to know the Supreme Soul.

204Divya dr̥iṣhṭi bigar unkō kōī dēkhā nahī̃ jā saktā .

228Unless you have a divine vision, you cannot see a soul.

205Divya dr̥iṣhṭi mē̃ ab tum satyug dēkhtē hō phir vahā̃ practical mē̃ chalnā hai .

229When you have a divine vision now, you see the golden age. 230Then you will go there in a practical way.

206Kaliyug vināśh tab hōgā jab āp bachchē karmātīt avasthā kō pahũchēṅgē .

231The iron age will be destroyed when you children reach your karmateet stage.

207Achchhā  !

232Achcha.

208Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

233To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

209Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

234The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

210Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

235Essence for dharna:

2111 ) is purānī duniyā kō dēkhtē huē buddhi kā yōg bāp vā naī duniyā taraph lagā rahē .

236 1. Whilst seeing this old world, your intellects should be focused in yoga on the Father and the new world.

212Dhyān rahē - karmēndriyō̃ sē kōī vikarma na hō jāē .

237Pay attention that you don’t carry out any sinful act through your sense organs.

213Hamēśhā śhuddha karma karnē hai , andar kōī bīmārī hai tō surgeon sē rāy lēnī hai .

238Always carry out pure acts. 239If you have any sickness inside you, take advice from the Surgeon.

2142 ) saṅgdōṣh bahut kharāb hai , issē apnī bahut-bahut sambhāl karnī hai .

240 2. The influence of bad company is very negative. 241Caution yourself against this.

215Apnē kō aur parivār kō sukhdāī banānā hai .

242Make yourself and your family into bestowers of happiness.

216Paṛhāī kē liē kabhī bahānā nahī̃ dēnā hai .

243Never make excuses for not studying.

Blessing

217Vardān  : apnā sab kuchh sēvā mē̃ arpit karnē vālē gupta dānī puṇya ātmā bhav

244Blessing: May you offer everything you have for service as an incognito donor and a charitable soul.

218Jō bhī sēvā kartē hō usē viśhva kalyāṇ kē liē arpit kartē chalō .

245 Whatever service you do, continue to offer that for world benefit.

219Jaisē bhakti mē̃ jō gupta dānī puṇya ātmāyē̃ hōtī haĩ vō yahī saṅkalp kartī haĩ ki sarv K|kē bhalē prati hō .

246On the path of devotion, incognito charitable souls think they should donate everything for the benefit of everyone.

220Aisē āpkā her|har saṅkalp sēvā mē̃ arpit hō .

247In the same way, let your every thought be offered for service.

221Kabhī apnēpan key|kī kāmnā nahī̃ rakhō .

248Never have any desire for doing something for yourself.

222Sarv prati sēvā karō .

249Do service for everyone.

223Jō sēvā vighna rūp banē usē sachchī sēvā nahī̃ kahē̃gē isliē apnā pan chhōṛ gupta aur sachchē sēvādhārī ban sēvā sē viśhva kalyāṇ kartē chalō .

250Any service that becomes an obstacle is not said to be true service. 251Therefore, let go of doing something for yourself, and serve as a true incognito server and continue to benefit the world.

Slogan

224Slōgan  : her|har bāt prabhū arpaṇ kar dō tō ānē vālī muśhkilātē̃ sahaj anubhav hōṅgī .

252Slogan: Surrender everything to God and you will experience the difficulties that are to come to be easy.

253*** Om Shanti ***