रविवार 19 अप्रैल 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

019-04-20 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 30-12-85 madhuban

0 19/04/20 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 30/12/85

1Viśhāl buddhi key|kī niśhānī

1The sign of a broad and unlimited intellect.

2Āj sarv snēhī , sahyōgī , sahajyōgī bachchō̃ sē snēh K|kē sāgar , sarv khajānō̃ K|kē vidhātā , vardātā bāp rūhānī milan manānē āyē haĩ .

2Today, the spiritual Father, the Ocean of Love, the Bestower of all Treasures, the Bestower of Blessings, has come to celebrate a meeting with all His co-operative, loving and easy yogi children.

3Yah rūhānī snēh kā milan arthāt rūhō̃ kā milan vichitr milan hai .

3This meeting of spiritual love, that is, this meeting of spirits is a unique meeting.

4Sārē kalp mē̃ aisā rūhānī mēlā hō nahī̃ saktā .

4Such spiritual gatherings cannot take place at any other time throughout the whole cycle.

5Is saṅgamyug kō is rūhānī milan kā vardān milā huā hai .

5The confluence age has received this blessing of spiritual meetings.

6Is vardānī samay par vardātā bāp dvārā vardānī bachchē is avināśhī vardān kō prāpt kartē haĩ .

6At this time of blessings, the blessed children attain this imperishable blessing from the Father, the Bestower of Blessings.

7Bāp kā bhī vidhātā aur vardātā kā avināśhī part isī samay chaltā hai . 8Aisē samay par vardānō̃ K|kē adhikārī ātmāyē̃ apnā sadākāl kā adhikār prāpt kar rahī hō .

7The Father's imperishable part of being the Bestower of Fortune and the Bestower of Blessings is performed at this time. 8At such a time, souls who have a right to blessings are claiming their right for all time.

9Aisē rūhānī mēlē kō dēkh bāpdādā bhī harṣhit hōtē haĩ .

9BapDada is pleased to see such a spiritual gathering.

10Bāpdādā dēkh rahē haĩ ki aisī śhrēṣhṭh prāpti karnē vālē kaisē bhōlē sādhāraṇ ātmāyē̃ viśhva kē āgē nimitt banī haĩ kyōṅki sabhī lōg rājya vidyā , science key|kī vidyā , alpkāl K|kē rājya adhikār vā dharm nētā kā adhikār isī kō hī āj key|kī duniyā mē̃ viśhēṣh ātmāyē̃ māntē haĩ .

10BapDada is also seeing how such innocent, ordinary souls who attain such an elevated attainment have become instruments in front of the world. 11In today's world, everyone considers souls who have a right to the knowledge of politics, the knowledge of science, a right to a temporary kingdom or a right to be a religious leader to be special souls.

11Lēkin bāpdādā kaun-sī viśhēṣhtā dēkhtē haĩ  ?

12However, which speciality does BapDada see?

12Sabsē pahlē apnē āpkō aur bāp kō jānnē key|kī viśhēṣhtā jō āp brāhmaṇ bachchō̃ mē̃ hai vah kisī bhī nāmīgrāmī ātmā mē̃ nahī̃ hai isliē bhōlē , sādhāraṇ hōtē huē vardātā sē vardān lē janm-janm kē liē viśhēṣh pūjya ātmāyē̃ ban jātē haĩ .

13First of all, no well-known souls have the speciality that you Brahmin children have of knowing yourself and the Father. 14This is why, whilst being innocent and ordinary, you have claimed blessings from the Bestower of Blessings and become special worthy-of-worship souls for birth after birth.

13Jō āj key|kī nāgīgrāmī ātmāyē̃ haĩ vah bhī pūjya ātmāō̃ kē āgē naman-vandan kartī haĩ .

15Even well-known souls of today bow down and salute worthy-of-worship souls.

14Aisī viśhēṣh ātmāyē̃ ban gayē .

16You have become such special souls.

15Aisā rūhānī naśhā anubhav kartē hō  ?

17Do you experience such spiritual intoxication?

16Nāummīnd ātmāō̃ kō ummīdvār banānā yahī bāp key|kī viśhēṣhtā hai .

18To make disheartened, hopeless souls into souls who have hope is the Father’s speciality.

17Bāpdādā vatan mē̃ bhī bachchō̃ kō dēkh muskarā rahē thē .

19Seeing the children, BapDada was smiling in the subtle region.

18Agar kisī bhī anjān ātmā kō kahō ki yah sārī sabhā viśhva K|kē rājya adhikārī ātmāō̃ kī hai , tō mānē̃gē  ? 19Āśhcharyavat hō jāyēṅgē .

20If you told any soul who doesn’t have knowledge that this whole gathering is of souls who have a right to the kingdom of the world, would he believe you?

20Lēkin bāpdādā jāntē haĩ ki bāp kō dil K|kē snēh , dil key|kī śhrēṣhṭh bhāvnā vālī ātmāyē̃ priya haĩ .

21He would be amazed. 22However, BapDada knows that the Father loves souls who have love and elevated feelings in their hearts.

21Dil kā snēh hī śhrēṣhṭh prāpti karānē kā mūl ādhār hai .

23The love in your heart is the main basis of your attaining an elevated attainment.

22Dil kā snēh dūr-dūr sē madhuban nivāsī banātā hai .

24The love in your hearts makes you come here from far away to be residents of Madhuban.

23Dilārām bāp kō pasand hī dil kā snēh hai isliē jō bhī hō jaisē bhī hō lēkin paramātmā kō pasand hō , isliē apnā banā liyā .

25The Father, the Comforter of Hearts, loves the love in your hearts. 26Therefore, whatever you are, however you are, you are loved by God and this is why He made you belong to Him.

24Duniyā vālē abhī intjār hī kar rahē haĩ .

27People of the world are still waiting and wondering.

25Bāp āyēgā us samay aisā hōgā vaisā hōgā .

28When the Father comes, will it be like this or will it be like that?

26Lēkin āp sabkē mukh sē , dil sē kyā nikaltā hai  ?

29However, what emerges from the mouths and the hearts of all of you?

27 «  pā liyā ' ' .

30"I have attained this."

28Āp sampann ban gayē aur vah buddhivān ab tak parakhnē mē̃ samay samāpt kar rahē haĩ isliē hī kahā gayā hai bhōlānāth bāp hai .

31You have become full whereas those intellectuals are even now using their time in trying to recognise the Father. 32This is why it is said that the Father is the Innocent Lord.

29Pahchānnē key|kī viśhēṣhtā nē viśhēṣh ātmā banā liyā .

33Your speciality of recognition has made you into special souls.

30Pahchān liyā , prāpt kar liyā .

34You have recognised and attained.

31Ab āgē kyā karnā hai  ?

35What do you have to do in the future?

32Sarv ātmāō̃ par rahm ātā hai  ?

36Do you feel mercy for all souls?

33Haĩ tō sabhī ātmāyē̃ , ēk hī bēhad kā parivār hai .

37All are souls and all belong to the one unlimited family.

34Apnē parivār key|kī kōī bhī ātmā vardān sē vañchit na rah jāē .

38Let no soul of your family remain deprived of blessings.

35Aisā umaṅg utsāh dil mē̃ rahtā hai  ?

39Do you have such zeal and enthusiasm in your hearts?

36Vā apnī pravr̥ittiyō̃ mē̃ hī busy hō gayē hō  ?

40Or, have you become busy with just your own households?

37Bēhad key|kī stage par sthit hō , bēhad key|kī ātmāō̃ key|kī sēvā kā śhrēṣhṭh saṅkalp hī saphaltā kā sahaj sādhan hai .

41To remain stable on the unlimited stage and to have the elevated thought of serving unlimited souls is the easy way to achieve success.

38Abhī sēvā key|kī golden jubilee manā rahē hō nā  !

42You are now celebrating the Golden Jubilee of doing service, are you not?

39Uskē liē viśhāl programme banāyē haĩ nā  !

43You have planned a big programme for that, have you not?

40Jitnā viśhāl programme banāyā hai utnā hī viśhāl dil , viśhāl umaṅg aur viśhāl rūp key|kī taiyāriyā̃ kī haĩ  ?

44Just as you have planned such a big programme, similarly, has each one of you made preparations with such a big heart and with such unlimited zeal and enthusiasm in an unlimited way?

41Yā yahī sōchtē hō - bhāṣhaṇ karnē kō milēgā tō kar lē̃gē .

45Or do you just think: If I have a chance to give a lecture, I will do that.

42Nimantraṇ bāṇṭnē kō milēgā tō bāṇṭ lē̃gē .

46If I have an opportunity to distribute leaflets, I will do that.

43Yahī taiyāriyā̃ kī hai  ?

47Have you only made those preparations?

44Iskō hī viśhāl taiyāriyā̃ kahā jātā hai  ?

48Is just that called unlimited preparations?

45Jō duty milī vah pūrī kar lēnā iskō hī viśhāl umaṅg nahī̃ kahā jātā .

49Simply to fulfil the duty you have been given is not called having unlimited enthusiasm.

46Duty bajānā yah āgyākārī bannē key|kī niśhānī tō hai lēkin bēhad key|kī viśhāl buddhi , viśhāl umaṅg utsāh sirph iskō nahī̃ kahā jātā .

50To fulfil your duty is a sign of being obedient. 51However, just that is not called having a broad and unlimited intellect or unlimited zeal and enthusiasm.

47Viśhāltā key|kī niśhānī yah hai - her|har samay apnī milī huī duty mē̃ sēvā mē̃ navīntā lānā .

52The sign of being unlimited is to bring about newness in the duty and service you have been given.

48Chāhē bhōjan khilānē key|kī , chāhē bhāṣhaṇ karnē key|kī duty hō lēkin her|har sēvā mē̃ her|har samay navīntā bharnā - iskō kahā jātā hai viśhāltā .

53Whether it is serving food or giving lectures, to put newness into every form of service at every moment is called being unlimited.

49Jō ēk varṣh pahlē kiyā usmē̃ kōī na kōī rūhāniyat key|kī addition jarūr hō .

54Whatever you did in the previous year, let there definitely be some spiritual addition to that.

50Aisā umaṅg utsāh dil mē̃ ātā hai  ?

55Do you have such zeal and enthusiasm in your heart?

51Vā sōchtē hō jaisē chaltā hai vaisē hī hōgā .

56Or, do you think that it will continue as it has been?

52Her|har samay vidhi aur vr̥iddhi badaltī rahtī hai .

57The method and growth continue to change at every moment.

53Jaisē samay samīp ā rahā hai . 54Vaisē her|har ātmā kō bāp key|kī , parivār key|kī samīpatā kā viśhēṣh anubhav karāō .

58Just as time is coming close, so you must also give every soul a special experience of the Father and of closeness to the family.

55Manan karō ki kyā navīntā lānī hai .

59Think about what newness you have to bring about.

56Abhī conference kā viśhāl kārya kar rahē hō nā .

60You are now going to hold a big conference programme, are you not?

57Sabhī kar rahē hō yā jō baṛē haĩ vahī kar rahē haĩ  ?

61Is everyone doing it, or is it just the seniors who are doing that?

58Sabhī kā kārya hai nā  ?

62It is everyone's task, is it not?

59Har ēk kō sōchnā hai - mujhē navīntā kē liē sēvā mē̃ āgē baṛhnā hai . 60Chāhē āgē nimitt thōṛō̃ kō hī banānā hōtā hai - jaisē bhāṣhaṇ karē̃gē tō thōṛē , itnī sārī sabhā karēgī kyā  !

63Each one of you has to think: In order to bring about newness in service, I have to move forward, even if only a few have to be made instruments for being in the front. 64For example, only a few will give a lecture, so what will the whole gathering do?

61Har ēk key|kī apnī-apnī duty bāṇṭ karkē hī kārya sampann hōtā hai .

65A task is only accomplished when duties are distributed to everyone.

62Lēkin sabhī kō nimitt bannā hai .

66However, everyone has to be an instrument.

63Kis bāt mē̃  ?

67In what?

64Chārō̃ ōr jahā̃ bhī hō , jis bhī duty K|kē nimitt hō , lēkin jis samay kōī viśhāl kārya jahā̃ bhī hōtā hai us samay dūr baiṭhē bhī utnē samay tak sadā har ēk K|kē man mē̃ viśhva kalyāṇ key|kī śhrēṣhṭh bhāvnā aur śhrēṣhṭh kāmnā jarūr hōnī chāhiē .

68Wherever you may be, whatever service you are an instrument for, whenever a big programme is to take place anywhere, then for that time, even whilst being far away, let there definitely be constantly elevated wishes and elevated feelings for world benefit in the mind of each one of you.

65Jaisē ājkal K|kē V|we . I|āī|eye . pī|P . agar svayã nahī̃ pahũch saktē haĩ tō śubhakāmanāyē̃ bhējtē haĩ nā .

69For instance, when VIPs are unable to come for a programme, they send their good wishes.

66Tō āp unhō̃ sē kam hō kyā .

70So, are you any less than them?

67Āp sabhī viśhēṣh ātmāō̃ key|kī śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā us kārya kō avaśhya saphal banāyēgī .

71The good wishes and pure feelings of all of you will definitely make that task successful.

68Yah viśhēṣh din viśhēṣh kaṅgan bāndhnā chāhiē aur kisī bhī had key|kī bātō̃ mē̃ saṅkalp śhakti , samay key|kī śhakti , vyarth na gavāē̃ her|har saṅkalp sē , her|har samay viśhāl sēvā kē nimitt ban mansā śhakti sē bhī sahyōgī bannā hai .

72On this special day, tie a bracelet (make a promise) and do not waste your power of thought or power of time in anything, but become an instrument for unlimited service and also co-operate with the power of your mind every moment.

69Aisē nahī̃ ki ābū mē̃ conference hō rahī hai , ham tō phalānē dēśh mē̃ baiṭhē haĩ , nahī̃ .

73Don't think that the conference is taking place in Abu and that you are sitting in such-and-such a country; no.

70Āp sabhī viśhāl kārya mē̃ sahyōgī hō . 71Vātāvaraṇ vāyumaṇḍal banāō .

74All of you are co-operative in the unlimited task, so create an atmosphere and environment.

72Jab science key|kī śhakti sē ēk dēśh sē dūsrē dēśh tak rocket bhēj saktē haĩ tō kyā silence key|kī śhakti sē āp śhubh bhāvnā , kalyāṇ key|kī bhāvnā dvārā yahā̃ ābū mē̃ mansā dvārā sahyōgī nahī̃ ban saktē  ?

75Since they are able to send a rocket from one country to another with the power of science, then, with using power of silence, can you not co-operate with the power of your mind with your good wishes and benevolent feelings, here in Abu?

73Kōī sākār mē̃ vāṇī sē , karma sē nimitt banē̃gē .

76Some become instruments in the corporeal form with their words or deeds.

74Kōī mansā sēvā mē̃ nimitt banē̃gē . 75Lēkin jitnā din programme chaltā hai chāhē 5 din chāhē 6 din chaltā , itnā hī samay her|har brāhmaṇ ātmā kō sēvā kā kaṅgan bandhā huā hō ki mujh ātmā kō nimitt ban saphaltā kō lānā hai .

77Some become instruments by serving with the mind, but for however many days the programme lasts, whether it is for five days or six days, for that duration, let every Brahmin soul have this bracelet of service tied: I, the soul, have to become an instrument to bring about success.

76Har ēk apnē kō jimmēvār samajhē .

78Each one of you has to consider yourself to be responsible.

77Iskā bhāv yah nahī̃ samajhnā ki sabhī jimmēvār haĩ tō bhāṣhaṇ kā chance milnā chāhiē yā viśhēṣh kōī duty milē tab jimmēvār haĩ , inkō jimmēvārī nahī̃ kahtē .

79Don't take this to mean that, since everyone is responsible, then everyone should get a chance to give a lecture, or that you are only responsible when you have a special duty. 80That is not called responsibility.

78Jahā̃ bhī hō jō bhī duty milī hai chāhē dūr baiṭhnē key|kī , chāhē stage par ānē key|kī - mujhē sahyōgī bannā hī hai .

81Wherever you are and whatever duty you receive, whether it is of sitting far away or going onto the stage, you have to co-operate.

79Iskō kahā jātā hai sārē viśhva mē̃ sēvā key|kī rūhāniyat key|kī lahar phailānā .

82This is called spreading waves of spirituality of service throughout the whole world.

80Khuśhī key|kī , umaṅg-utsāh key|kī lahar phail jāē .

83Spread waves of happiness and zeal and enthusiasm.

81Aisē sahyōgī hō  ?

84Do you co-operate in this way?

82Is conference mē̃ navīntā dikhāyēṅgē nā  ?

85You will show some newness in this conference, will you not?

83Golden jubilee hai tō chārō̃ ōr golden age ānē vālī hai , is khuśhī key|kī lahar phail jāē .

86It is the Golden Jubilee and so spread wave of the happiness everywhere that the golden age is going to come.

84Bhaybhīt ātmāyē̃ haĩ , nāummīnd ātmāyē̃ haĩ unhō̃ mē̃ śhrēṣhṭh bhaviṣhya key|kī ummīd paidā karō .

87Create the hope of an elevated future in souls who are afraid and without hope.

85Bhaybhīt ātmāō̃ mē̃ khuśhī key|kī lahar utpanna hō .

88Let the wave of happiness be created in souls who are afraid.

86Yah hai golden jubilee key|kī golden sēvā , yahī lakṣhya rakhō .

89This is golden service for the Golden Jubilee. 90Keep this aim.

87Svayã bhī her|har kārya mē̃ mould hōnē vālē real gold ban golden jubilee manānī hai .

91Let yourself become real gold and mould yourself to every task and celebrate the GoldenJubilee. 92Do you understand?

88Samjhā . 89Jō ab tak nahī̃ kiyā hai vah karkē dikhānā hai .

93You have to demonstrate this by doing whatever you have not done so far.

90Aisī ātmāō̃ kō nimitt banāō jō ēk , anēk ātmāō̃ key|kī sēvā kē nimitt ban jāyē .

94Make souls such instruments that each one of those souls becomes an instrument to serve many other souls.

91Sōchtē hī rahē̃gē , lēkin karē̃gē , karē̃gē kahtē samay bīt jātā hai aur ant mē̃ jō bhī milā uskō hī lē ātē hō .

95While you just continue to think and keep saying that you will do it at some point, time is passing by. 96Then, at the end, you will just bring whoever you can get hold of.

92Saṅkhyā tō baṛh jātī hai lēkin viśhāl sēvā kā programme rakhtē hī isliē haĩ ki aisī ātmāyē̃ āvē̃ jō ēk anēkō̃ kē nimitt ban jāē .

97Of course the number of souls increases, but you are having a big unlimited programme so that you can bring one such soul who can become an instrument for many others.

93Chārō̃ ōr sēvā chaltī rahtī hai nā .

98Service continues to happen everywhere, does it not?

94Apnē-apnē sthān par bhī aisī ātmāō̃ kā kārya tō chalātē rahtē hō isliē abhī sē golden jubilee key|kī , sva K|kē sēvā key|kī aur sva kē sāth anya viśhēṣh ātmāō̃ K|kē sēvā key|kī lahar phailāō .

99At your own places too, you continue to have programmes for such souls. 100Therefore, for the Golden Jubilee, spread a wave of serving yourselves and, together with yourselves, also serve many other special souls from this moment.

95Samjhā - kyā karnā hai .

101Do you understand what you have to do?

96Muhabbat sē mēhnat karō .

102Make effort with love.

97Snēh aisī vastu hai jō snēh K|kē vaśh nā vālā bhī hā̃ kar dētā hai .

103Love is such that a soul who is influenced by love would say “Yes” even if he was going to say “No”.

98Samay na hōtē bhī samay nikāl dētē haĩ . 99Yah tō rūhānī snēh hai .

104Even when they don't have time, they make time, for this is spiritual love.

100Tō dharnī banāō .

105So, prepare that ground.

101Aisē nahī̃ sōchō ki yah dharnī hī aisē hai . 102Yah lōg hī aisē haĩ .

106Don't think that that ground is like that; that those people are like that!

103Āp kaisē thē  ?

107What were you like?

104Badal gayē nā . 105Śhubh bhāvnā kā sadaiv śhrēṣhṭh phal hōtā hai .

108You have changed, have you not? 109Pure wishes always give elevated fruit.

106Achchhā  !

110Achcha.

107Apnē ghar mē̃ āyē hō yah tō bāp kō bhī khuśhī hai lēkin samay tō had kā hai nā .

111The Father is pleased that you have come to your own home, but time is also still limited.

108Jitnī saṅkhyā utnā hī baṇṭtā hai nā .

112However many people come, the same time is distributed between all.

109Chīj 4 hō̃ , lēnē vālē 8 hō̃ tō kyā karē̃gē  ! 110Usī vidhi sē karē̃gē nā  !

113If there are four pieces of something and eight people who are to receive it, what would you do?

111Bāpdādā kō bhī vidhi pramāṇ chalnā hī paṛtā hai .

114You would distribute it accordingly, would you not?

112Bāpdādā aisē tō kah nahī̃ saktē ki itnē kyō̃ āyē hō  ?

115Even BapDada has to move along according to the right method. 116BapDada cannot say: Why have so many of you come?

113Bhalē āyē .

117You may come.

114Svāgat hai lēkin samay pramāṇ vidhi banānī paṛtī hai .

118You are welcome, but a method has to be created according to the time.

115Hā̃ avyakt vatan mē̃ samay key|kī sīmā nahī̃ hai .

119Yes, in the subtle region, there is no limit on time.

116Mahārāṣhṭra bhī kamāl karkē dikhāyēgā .

120Maharastra will perform wonders.

117Kōī aisī mahān ātmā kō nimitt banā K|kē dikhāvē tab kahē̃gē mahārāṣhṭra .

121Only when you make such a great soul an instrument can it be said that you are Maharastra (great land).

118Dēhlī tō nimitt hai hī .

122Delhi is an instrument, anyway.

119Aisē nahī̃ ki abhī conference tō bahut kar lī . 120Ab jitnā hōgā .

123Do not think that you have had many conferences, and so you will now do whatever you can; no.

121Nahī̃  ! 122Her|har varṣh āgē baṛhnā hai .

124Every year you have to move forward.

123Abhī tō anēk ātmāyē̃ haĩ jinhō̃ kō nimitt banā saktē haĩ .

125There are now many souls whom you can make instruments.

124Dēhlī vālō̃ kō bhī viśhēṣh nimitt bannā hai .

126Even those from Delhi have to become special instruments.

125Rājasthān kyā karēgā  ?

127What will Rajasthan do?

126Rājasthān sadā hī her|har kārya mē̃ number one hōnā hai kyōṅki rājasthān mē̃ number one headquarter hai .

128Rajasthan always has to claim number one in every task because the number one headquarters is in Rajasthan.

127Chāhē quality mē̃ , chāhē quantity mē̃ dōnō̃ mē̃ number one hōnā hai .

129You have to become number one in both quality and quantity. 130You double foreigners will also show newness, will you not?

128Double vidēśhī bhī navīntā dikhāyēṅgē nā .

131Spread the wave of good news in every country.

129Har ēk dēśh mē̃ is khuśhkhabarī key|kī lahar phail jāē tō sab āpkō bahut dil sē āśhīrvād dēgē . 130Lōg bahut bhaybhīt haĩ nā  !

132Everyone will then give you blessings from their hearts. 133People are very much afraid. 134Bring such souls into a wave of spiritual happiness, not temporary happiness.

131Aisī ātmāō̃ kō rūhānī khuśhī key|kī lahar hō , jō vah samajhē̃ ki yah phariśhtā ban śhubh sandēśh dēnē kē nimitt banī huī ātmāyē̃ haĩ .

135Let there be such a wave of spiritual happiness that they feel you are souls who have become instruments to give them a pure message as angels.

132Samjhā  !

136Do you understand?

133Ab dēkhē̃gē kaun-sā zone navīntā kartā hai . 134Saṅkhyā lātē haĩ yā quality lātē haĩ .

137Now, we shall see which zone brings about newness and whether you bring quantity or quality.

135Phir bāpdādā result sunāyēṅgē .

138BapDada will then tell you the result.

136Navīntā bhī lānā .

139Also bring about newness.

137Navīntā K|kē bhī number milē̃gē .

140You will receive a number on the basis of newness.

138Achchhā  !

141Achcha.

139Sarv svarājya viśhva rājya K|kē adhikārī ātmāō̃ kō , sadā bēhad key|kī sēvā mē̃ bēhad key|kī vr̥itti mē̃ rahnē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , dil viśhāl , sadā viśhāl buddhi , viśhāl umaṅg utsāh mē̃ rahnē vālī viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā svayã kō her|har sēvā kē nimitt jān nirmāṇ karnē vālē , sadā śhrēṣhṭh aur bāp samān sēvā mē̃ saphaltā kō pānē vālē , aisē rūhānī ātmāō̃ kō rūhānī bāp key|kī yādpyār aur namastē .

142To all the souls who have a right to self-sovereignty and to the sovereignty of the world, to the elevated souls who are constantly engaged in unlimited service with an unlimited attitude, to the special souls who constantly have unlimited hearts, unlimited intellects and unlimited zeal and enthusiasm, to those who always consider themselves to be instruments for every form of service and who carry out the construction, to those who are constantly elevated and attain success in service like the Father, to such spiritual souls, love, remembrance and namaste from the spiritual Father.

140Kumāriyō̃ sē  : sadā kumārī jīvan nirdōṣh jīvan gāī huī hai .

143BapDada meeting kumaris: 144A kumari life is always remembered as a life free from blame.

141Kumārī jīvan sadā śhrēṣhṭh gāī aur pūjī jātī hai .

145A kumari life is always remembered as an elevated life and is also worshipped.

142Aisī śhrēṣhṭh aur pūjya ātmā apnē kō samajhtī hō  ?

146Do you consider yourselves to be such elevated worthy of worship souls?

143Sabhī kumāriyā̃ viśhēṣh kōī kamāl karkē dikhānē vālī hō nā  !

147All of you kumaris are those who will show special wonders, are you not?

144Yā sirph paṛhāī paṛhnē vālī hō .

148Or are you those who will just study?

145Viśhva sēvādhārī banēgī yā had key|kī , gujarāt key|kī sēvā karnī hai yā madhyapradēśh key|kī yā phalānē sthān key|kī sēvā karnī hai , aisē tō nahī̃ .

149Will you become world servers or limited servers? 150Are you going to serve just Gujarat, just Madhya Pradesh or just such-and-such a place?

146Ever ready ātmāyē̃ aurō̃ kō bhī ever ready banā dētī haĩ .

151You are not like that, are you? 152Ever-ready souls make others everready.

147Tō āp kumāriyā̃ jō chāhē̃ vah kar saktī haĩ .

153So you kumaris can do whatever you want.

148Āj key|kī government jō kahtī hai vah kar nahī̃ pātī  ?

154Today's Government is not able to do what it says.

149Aisē rājya mē̃ rah karkē sēvā karnī hai tō itnī śhaktiśhālī sēvā hōgī tab saphaltā hōgī .

155If you want to serve while staying in such a kingdom, then there will be success when such powerful service takes place.

150Is gyān key|kī paṛhāī mē̃ number liyā hai  ?

156Have you claimed a number in the study of this knowledge?

151Lakṣhya yahī rakhnā hai ki number one lēnā hī hai .

157Keep the aim of definitely claiming number one.

152Sadā viśhēṣhtā yah dikhāō ki bōlō cum|kam lēkin jiskē bhī sāmnē jāō vah āpkī jīvan sē pāṭh paṛhē .

158Always show the speciality of speaking less, but let whoever you go in front of learn a lesson from your life.

153Mukh kā pāṭh tō kaī sunānē vālē haĩ , sunnē vālē bhī haĩ lēkin jīvan sē pāṭh paṛhē̃ , yah hai viśhēṣhtā . 154Āpkī jīvan hī teacher ban jāē .

159There are many who give lessons through speech; there are also those who listen to that, but it is a speciality to teach a lesson through your life.

155Mukh K|kē teacher nahī̃ , mukh sē batānā paṛtā hai lēkin mukh sē batānē kē bād bhī agar jīvan mē̃ nahī̃ hōtā tō vah māntē nahī̃ haĩ .

160Become a teacherwith your life; not a teacher who teaches with words. 161You have to tell them with words but, even after telling them in words, if it is not in your life, they won't believe you.

156Kahtē haĩ sunānē vālē tō bahut haĩ isliē lakṣhya rakhō ki jīvan dvārā kiskō bāp kā banānā hai .

162They would say: There are many who say this. 163Therefore, keep the aim of making others belong to the Father through your life.

157Ājkal sunnē key|kī rūchi bhī nahī̃ rakhtē haĩ , dēkhnē chāhtē haĩ .

164Nowadays, people are not interested in listening to anyone; they want to see it.

158Dēkhō radio sunnē key|kī chīj hai , T . V|we . dēkhnē key|kī chīz hai tō kyā pasand karē̃gē  ?

165Radio is something to listen to and TV is something to watch; which do they prefer?

159 ( T . V|we . ) sunnē sē dēkhnā pasand kartē haĩ .

166(TV). 167They would prefer to see rather than hear.

160Tō āpkī jīvan mē̃ bhī dēkhnē chāhtē haĩ .

168So, they also want to see in your life how.

161Kaisē chaltē haĩ , kaisē uṭhtē haĩ , kaisē rūhānī dr̥iṣhṭi rakhtē haĩ .

169How you move along, how you do everything, how your vision is spiritual… 170Keep this aim.

162Aisā lakṣhya rakhō .

171Do you understand?

163Samjhā . 164Saṅgamyug par kumāriyō̃ kā mahatva kyā hai , uskō tō jāntī hō nā  ?

172Do you know the importance of kumaris at the confluence age? 173At the confluence age, the greatest of all are kumaris.

165Saṅgam par sabsē mahān kumāriyā̃ hai . 166Tō apnē kō mahān samajh sēvā mē̃ sahyōgī banī hō yā bannā hai  ?

174So have you become co-operative in service, considering yourself to be great, or do you have to become that?

167Kyā lakṣhya hai  ?

175What aim do you have?

168Double part bajānē kā lakṣhya hai  ?

176Do you have the aim of playing a double part?

169Kyā ṭōkrī uṭhāyēṅgī  ?

177Will you carry a basket (of a job)?

170Achchhā .

178Achcha.

Blessing

171Vardān  : vardān  : bālak aur mālikpan key|kī samāntā dvārā sarv khajānō̃ mē̃ sampann bhav

179Blessing: May you become full of all treasures by being equally a child and a master.

172Jaisē bālakpan kā naśhā sabhī mē̃ hai aisē bālak sō mālik arthāt bāp samān sampann sthiti kā anubhav karō .

180 Just as everyone has the intoxication of being a child, in the same way, be a child and a master, that is, experience the complete stage, equal to the Father’s.

173Mālikpan key|kī viśhēṣhtā hai - jitnā hī mālik utnā hī viśhva sēvādhārī K|kē saṅskār sadā emerge rūp mē̃ rahē̃ .

181The speciality of a master is that to the extent you are a master, you accordingly let the sanskars of a world server constantly emerge.

174Mālikpan kā naśhā aur viśhva sēvādhārī kā naśhā samān rūp mē̃ hō tab kahē̃gē bāp samān .

182Let there be the intoxication of being a master and a world server to the same extent and you would then be called equal to the Father.

175Bālak aur mālik dōnō̃ svarūp sadā hī pratyakṣha karma mē̃ ā jāē̃ tab bāp samān sarv khajānō̃ sē sampann sthiti kā anubhav kar sakē̃gē .

183Put both forms of a child and a master constantly into practice and you will then be able to experience the stage of being equal to the Father, and full of all treasures.

Slogan

176Slōgan  : gyān K|kē akhuṭ khajānō̃ K|kē adhikārī banō tō adhīnatā khatm hō jāyēgī .

184Slogan: Claim a right to the limitless treasures of knowledge and dependency will then finish.

177Sūcanāḥ - āj antarrāṣhṭrīy yōg divas tīsrā ravivār hai , sāyã 6 . 30 sē 7 . 30 bajē tak sabhī bhāī bahinē̃ saṅgaṭhit rūp mē̃ ēkatrit hō yōg abhyās mē̃ anubhav karē̃ ki maĩ ātmā bījrūp bābā kē sāth combined hū̃ .

185*** Om Shanti *** Notice: Today is the third Sunday, the day for International Yoga. 186Let all brothers and sisters get together for collective yoga from 6.30 – 7.30 pm and experience the seed stage, being combined with Baba.

178Maĩ sarv śhaktiyō̃ sē sampann master gyān sūrya hū̃ .

187I am a master sun of knowledge, full with all powers.

179Mujhsē sarv śhaktiyō̃ key|kī kiraṇē̃ nikalkar chārō̃ ōr phail rahī haĩ .

188The rays of all powers are emerging from me and spreading everywhere.