बुधवार 22 अप्रैल 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
022-04-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 22/04/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ abhī nām rūp key|kī bīmārī sē bachnā hai , ulṭā khātā nahī̃ banānā hai , ēk bāp kī yād mē̃ rahnā hai ' '
1Essence: Sweet children, now remain safe from the sickness of being trapped in the name and form of others. 2Do not create any wrong type of account. 3Stay in remembrance of the one Father.
Question
2Praśhna : bhāgyavān bachchē kis mukhya puruṣhārth sē apnā bhāgya banā dētē haĩ ?
4Question: By making which main effort do fortunate children create their fortune?
Answer
3Uttar : bhāgyavān bachchē sabkō sukh dēnē kā puruṣhārth kartē haĩ .
5Answer: Fortunate children make the effort of giving happiness to everyone. 6They never make anyone unhappy through their thoughts, words or deeds.
4Mansā-vāchā-karmaṇā kōī kō duḥkh nahī̃ dētē haĩ . 5Śhītal hōkar chaltē haĩ tō bhāgya bantā jātā hai .
7Continue to move along calmly and coolly and you will continue to create your fortune.
6Tumhārī yah student life hai , tumhē̃ ab ghuṭkē nahī̃ khānē haĩ , apār khuśhī mē̃ rahnā hai .
8This is your student life. 9You must no longer choke but stay in infinite happiness.
Song
7Gīt : tumhī̃ hō mātā-pitā …
10Song: You are the Mother and You are the Father!
Murli
8Ōm śhānti .
11Om shanti.
9Sabhī bachchē murlī suntē haĩ , jahā̃ bhī murlī jātī hai , sab jāntē haĩ ki jiskī mahimā gāī jātī hai vah kōī sākār nahī̃ hai , nirākār key|kī mahimā hai .
12All of you children hear the murli. 13Wherever you receive the murli, all of you know that the One who is praised is not corporeal, that it is the praise of the Incorporeal.
10Nirākār sākār dvārā abhī sammukh murlī sunā rahē haĩ .
14The incorporeal One is now speaking the murli personally through the corporeal.
11Aisē bhī kahē̃gē abhī ham ātmā unhē̃ dēkh rahē haĩ !
15You can also say that I, the soul, am now seeing Him.
12Ātmā bahut sūkṣhma hai , in āṅkhō̃ sē dēkhnē mē̃ nahī̃ ātī .
16A soul is very subtle. 17A soul cannot be seen with these eyes.
13Bhakti mārg mē̃ bhī jāntē haĩ ki ham ātmā sūkṣhma haĩ . 14Parantu pūrā rahasya buddhi mē̃ nahī̃ hai ki ātmā hai kyā , paramātmā kō yād kartē haĩ parantu vah hai kyā ! 15Yah duniyā nahī̃ jāntī .
18People on the path of devotion also understand that souls are subtle, but their intellects don’t have full understanding of what a soul is. 19Everyone in the world remembers God, but they don’t know who He is.
16Tum bhī nahī̃ jāntē thē .
20You, too, did not know this.
17Abhī tum bachchō̃ kō yah niśhchay hai ki yah kōī laukik teacher vā sambandhī bhī nahī̃ .
21You children now have the faith that that One is not a worldly teacher or relative.
18Jaisē sr̥iṣhṭi mē̃ aur manuṣhya haĩ vaisē yah dādā bhī thā .
22This Dada is a human being just like other human beings in the world.
19Tum jab mahimā gātē thē tvamēv mātāśhcha pitā . . . . . . tō samajhtē thē ūpar mē̃ hai .
23You used to sing the praise "You are the Mother and Father" and believed that He was up above.
20Abhī bāp kahtē haĩ mainnē ismē̃ pravēśh kiyā hai , maĩ vahī ismē̃ hū̃ .
24The Father says: I have now entered this one. 25I am that same One you remembered and am now in this one.
21Āgē tō bahut prēm sē mahimā gātē thē , ḍar bhī rakhtē thē .
26Previously, although you used to sing praise with a great deal of love, you also had fear.
22Abhī tō vah yahā̃ is śharīr mē̃ āyē haĩ .
27Baba has now entered this body.
23Jō nirākār thā vah ab sākār mē̃ ā gayā hai .
28The incorporeal One has entered this corporeal one.
24Vah baiṭh bachchō̃ kō sikhlātē haĩ .
29He sits here and teaches you children.
25Duniyā nahī̃ jāntī ki vah kyā sikhlātē haĩ .
30No one in the world knows what He teaches.
26Vah tō gītā kā bhagvān kr̥iṣhṇa samajhtē haĩ . 27Kah dētē haĩ - vah rājyōg sikhlātē haĩ .
31They think that Krishna is the God of the Gita and that he teaches Raja Yoga.
28Achchhā , bākī bāp kyā kartē haĩ ?
32Achcha, then what does the Father do?
29Bhal gātē thē tum māt-pitā parantu unsē kyā aur kab miltā hai , yah kuchh nahī̃ jāntē .
33Although you used to sing "You are the Mother and Father" you didn’t know what you received from Him or when you received it.
30Gītā suntē thē tō samajhtē thē kr̥iṣhṇa dvārā rājyōg sīkhā thā phir vah kab ākar sikhlāyēṅgē . 31Vah bhī dhyān mē̃ ātā hōgā .
34When you used to listen to the Gita being read, you would believe that you had learnt Raja Yoga from Krishna and wondered when he would come and teach it again.
32Is samay yah vahī mahābhārat laṛāī hai tō jarūr kr̥iṣhṇa kā samay hōgā .
35You now understand that, at this time, it will be the same Mahabharat War.
33Jarūr vahī history-geography repeat hōnī chāhiē .
36Therefore, it must also be the time of Krishna. 37Surely, that same history and geography must repeat.
34Din-pratidin samajhtē jāyēṅgē . 35Jarūr gītā kā bhagvān hōnā chāhiē .
38Day by day, people will come to understand that there has to be the God of the Gita.
36Barōbar mahābhārat laṛāī bhī dēkhnē mē̃ ātī hai .
39The Mahabharat War is definitely visible.
37Jarūr is duniyā kā ant hōgā .
40This world will definitely be destroyed.
38Dikhātē haĩ pāṇḍav pahāṛ par chalē gayē .
41It is shown that the Pandavas went away to the mountains.
39Tō unkī buddhi mē̃ yah ātā hōgā , barōbar vināśh tō sāmnē khaṛā hai .
42Therefore, it must enter the intellects of people that destruction is definitely standing ahead.
40Ab kr̥iṣhṇa hai kahā̃ ?
43However, where is Krishna?
41Ḍhū̃ṛhtē rahē̃gē , jab tak tumsē sunē̃ ki gītā kā bhagvān kr̥iṣhṇa nahī̃ , śhiv hai .
44They will keep looking for him until they hear from you that Shiva, not Krishna, is the God of the Gita.
42Tumhārī buddhi mē̃ tō yah bāt pakkī hai .
45This aspect is very firm in your intellects.
43Yah tum kabhī bhūl nahī̃ saktē .
46You can never forget it.
44Kōī kō bhī tum samjhā saktē hō gītā kā bhagvān kr̥iṣhṇa nahī̃ , śhiv hai .
47You can explain to anyone that Shiva, and not Krishna, is the God of the Gita.
45Duniyā mē̃ tō kōī bhī nahī̃ kahēgā sivāē tum bachchō̃ K|kē .
48No one in the world except you children would say this.
46Ab gītā kā bhagvān rājyōg sikhlātē thē tō jarūr issē siddha hōtā hai nar sē nārāyaṇ banātē thē .
49The God of the Gita used to teach you Raja Yoga and He must therefore definitely have created Narayan from a human being.
47Tum bachchē jāntē hō bhagvān hamkō paṛhātē haĩ . 48Barōbar nar sē nārāyaṇ banātē haĩ .
50You children understand that God is teaching you and that He changes you from human beings into Narayan.
49In lakṣhmī-nārāyaṇ kā svarg mē̃ rājya thā nā .
51It was the kingdom of Lakshmi and Narayan that existed in heaven.
50Abhī tō vah svarg bhī nahī̃ hai , tō nārāyaṇ bhī nahī̃ hai , dēvtāyē̃ bhī nahī̃ haĩ .
52That heaven doesn't exist now. 53Therefore, Narayan doesn't exist either, and nor do the deities.
51Chitra haĩ jissē samajhtē haĩ yah hōkar gayē haĩ .
54It can be understood from the pictures that they did exist in the past.
52Abhī tum samajhtē hō inhō̃ kō kitnē varṣh huē ?
55You now understand how many years ago they existed.
53Tumkō pakkā mālūm hai , āj sē 5 hazār varṣh pahlē inhō̃ kā rājya thā .
56You know very clearly that it used to be their kingdom 5000 years ago.
54Abhī tō hai ant . 55Laṛāī bhī sāmnē khaṛī hai .
57It is now the end; the war is standing ahead.
56Jāntē hō bāp hamkō paṛhā rahē haĩ .
58You understand that the Father is teaching you.
57Sabhī centres mē̃ paṛhtē bhī haĩ tō paṛhātē bhī haĩ .
59You all study at your centres and you also teach others.
58Paṛhānē key|kī yukti baṛī achchhī hai .
60The method for teaching others is very good.
59Chitrō̃ dvārā samjhānī achchhī mil sakēgī .
61Everything can be explained very clearly with the pictures.
60Mukhya bāt hai gītā kā bhagvān śhiv vā kr̥iṣhṇa ?
62The main thing is: Who is the God of the Gita?
61Phark tō bahut hai nā .
63Is it Shiva or Krishna?
62Sadgati dātā svarg key|kī sthāpanā karnē vālā athavā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī phir sē sthāpanā karnē vālā śhiv yā śhrīkr̥iṣhṇa ?
64There is a lot of difference. 65Is it Shiva who creates heaven, grants everyone salvation and establishes the original eternal deity religion once again, or is it Shri Krishna?
63Mukhya hai hī 3 bātō̃ kā phaĩslā . 64Is par hī bābā jōr dētē haĩ .
66Ultimately, the main aspect is the decision between these three things.
65Bhal opinion likhkar dētē haĩ ki yah bahut achchhā hai parantu issē kuchh bhī phāydā nahī̃ .
67Baba emphasises these. 68Although people write their opinions and say that this is very good, there is no benefit in that.
66Tumhārī jō mukhya bāt hai us par jōr dēnā hai .
69You should emphasise this main thing of yours. 70Your victory is in this.
67Tumhārī jīt bhī hai ismē̃ .
71You prove that there is only one God.
68Tum siddh kar batlātē hō bhagvān ēk hōtā hai .
72It isn't that those who relate the Gita are also God.
69Aisē nahī̃ ki gītā sunānē vālē bhī bhagvān hō gayē .
73God established the deity religion with Raja Yoga and knowledge.
70Bhagvān nē is rājyōg aur gyān dvārā dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā key|kī .
74Baba explains: Some children are attacked by Maya. 75No one has yet reached the karmateet stage.
71Bābā samjhātē haĩ - bachchō̃ par māyā kā war|vār hōtā rahtā hai , abhī tak karmātīt avasthā kō kōī nē pāyā nahī̃ haĩ .
76By continuing to make effort, you will remain constantly happy at the end in remembrance of the Father. 77There will be no wilting.
72Puruṣhārth kartē-kartē ant mē̃ tum ēk bābā key|kī yād mē̃ sadaiv harṣhit rahē̃gē .
78There is now a huge burden of sin on your heads. 79It can only be removed by having remembrance.
73Kōī murajhāis nahī̃ āyēgī .
80The Father has told you the way to make this effort.
74Abhī tō sir par pāpō̃ kā bōjhā bahut hai .
81Only by having remembrance can your sins be cut away.
75Vah yād sē hī utarēgā . 76Bāp nē puruṣhārth key|kī yuktiyā̃ batlāī haĩ . 77Yād sē hī pāp kaṭtē haĩ .
82There are many buddhus who become trapped in the names and forms of others because they don't stay in remembrance.
78Bahut buddhū haĩ jō yād mē̃ na rahnē kāraṇ phir nām-rūp ādi mē̃ phans paṛtē haĩ .
83They find it difficult to remain cheerful or to explain knowledge to others.
79Harṣhitmukh hō kiskō gyān samjhāyē̃ , vah bhī muśhkil haĩ . 80Āj kiskō samjhāyā , kal phir ghuṭkā ānē sē khuśhī gum hō jātī hai .
84Today, they are happily explaining to someone and then, tomorrow, they start to choke and that happiness disappears. 85You should understand when Maya is attacking you.
81Samajhnā chāhiē yah māyā kā war|vār hōtā hai isliē puruṣhārth kar bāp kō yād karnā hai .
86This is why you must make the effort to remember the Father. 87Do not become restless and start to weep and wail.
82Bākī rōnā , pīṭnā vā bēhāl nahī̃ hōnā hai . 83Samajhnā chāhiē māyā pādar ( jūtā ) mārtī hai isliē puruṣhārth kar bāp kō yād karnā hai . 84Bāp kī yād sē bahut khuśhī rahēgī .
88Understand that Maya is hitting you with a slipper, and so make effort to remember Baba. 89By having remembrance of the Father, you will receive a great deal of happiness, and knowledge will then instantly emerge through your lips.
85Mukh sē jhaṭ vāṇī nikalēgī .
90The Purifier Father says: Remember Me!
86Patit-pāvan bāp kahtē haĩ ki mujhē yād karō .
91No other human beings have the introduction of the Father, the Creator.
87Manuṣhya tō ēk bhī nahī̃ jiskō rachtā bāp kā parichay hō .
92If, as human beings, you don't know the Father, you are worse than animals.
88Manuṣhya hōkar aur bāp kō na jānē̃ tō jānvar sē bhī badtar huā .
93Krishna’s name was inserted in the Gita. 94So, how can they remember the Father?
89Gītā mē̃ kr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai tō bāp kō yād kaisē karē̃ !
95This is the greatest mistake and you have to explain it. 96Shiv Baba is the God of the Gita.
90Yahī baṛī bhūl hai , jō tumkō samjhānī hai .
97He alone is the One who gives you your inheritance.
91Gītā kā bhagvān śhivbābā hai , vahī varsā dētē haĩ .
98He is the Bestower of liberation and liberation-in-life.
92Mukti-jīvanmukti dātā vah hai , aur dharm vālō̃ key|kī buddhi mē̃ baiṭhtā nahī̃ .
99This doesn’t sit in the intellects of those of other religions. 100They settle their karmic accounts and return home.
93Vah tō hisāb-kitāb chuktū kar vāpis chalē jāyēṅgē . 94Pichhāṛī mē̃ thōṛā parichay milā phir bhī jāyēṅgē apnē dharm mē̃ .
101At the end, they will receive a little introduction, but they will still go back into their own religions.
95Tumkō bāp samjhātē haĩ tum dēvtā thē , abhī phir bāp kō yād karnē sē tum dēvtā ban jāyēṅgē . 96Vikarma vināśh hō jāyēṅgē .
102The Father explains to you: You were deities. 103Now, by remembering the Father, your sins would be absolved and you will become deities again.
97Phir bhī ulṭē-sulṭē dhandhē kar lētē haĩ .
104However, some of you still carry out wrong types of action.
98Bābā kō likhtē haĩ āj hamārī avasthā murjhāī huī hai , bāp kō yād nahī̃ kiyā .
105Some write to Baba: Today, my stage has wilted; I didn't remember the Father.
99Yād nahī̃ karē̃gē tō jarūr murjhāyēṅgē .
106If you don't have remembrance, you will certainly wilt.
100Yah hai hī murdō̃ key|kī duniyā . 101Sabhī marē paṛē haĩ .
107This is the world of corpses; everyone is already dead.
102Tum bāp K|kē banē hō tō bāp kā pharmān hai - mujhē yād karō tō vikarma vināśh hō jāē̃ .
108You belong to the Father. 109Therefore, the Father's order is: Remember Me and your sins will be absolved.
103Yah śharīr tō purānā tamōpradhān hai .
110These bodies are old and tamopradhan.
104Pichhāṛī tak kuchh na kuchh hōtā rahēgā .
111Something or other will continue to happen until the end.
105Jab tak bāp kī yād mē̃ rah karmātīt avasthā kō pāyē̃ , tab tak māyā hilātī rahēgī , kiskō bhī chhōṛēgī nahī̃ .
112Maya will continue to shake you until you reach your karmateet stage by staying in remembrance of the Father. 113She will not leave anyone alone.
106Jāñch kartē rahnā chāhiē ki māyā kaisē dhakkā khilātī hai .
114Keep checking yourself as to how Maya makes you stumble.
107Bhagvān hamkō paṛhātē haĩ , yah bhūlnā kyō̃ chāhiē .
115God is teaching you. 116Why should you forget this?
108Ātmā kahtī hai - hamārā prāṇō̃ sē pyārā vah bāp hī hai .
117The soul says that the Father is the One loved more than life. 118Why do you forget such a Father?
109Aisē bāp kō phir tum bhūltē kyō̃ hō !
119The Father gives you this wealth in order for you to donate it to others.
110Bāp dhan dētē haĩ , dān karnē kē liē .
120You can donate it to many at exhibitions and fairs.
111Pradarśhanī-mēlē mē̃ tum bahutō̃ kō dān kar saktē hō .
121You should automatically run there through your own interest.
112Āpēhī śhauk sē bhāgnā chāhiē .
122At present, Baba has to encourage you to go and explain.
113Abhī tō bābā kō tākīd karnī paṛtī hai , ( umaṅg dilānā paṛtā hai ) jākar samjhāō .
123However, for this, you need to have understood this knowledge very well yourself.
114Usmē̃ bhī achchhā samjhā huā chāhiē . 115Dēh-abhimānī kā tīr lagēgā nahī̃ .
124The arrows of those who are body conscious will not strike the target.
116Talvārē̃ bhī anēk prakār key|kī hōtī haĩ nā .
125There are also many different types of sword.
117Tumhārī bhī yōg key|kī talvār baṛī tīkhī chāhiē .
126Your sword of yoga has to be kept very sharp.
118Service kā hullās chāhiē . 119Bahutō̃ kā jākar kalyāṇ karē̃ .
127You must have enthusiasm for service, to go and benefit many.
120Bāp kō yād karnē key|kī aisī practice hō jāē jō pichhāṛī mē̃ sivāē bāp K|kē aur kōī yād na paṛē , tab hī tum rājāī pad pāyēṅgē .
128You should practise remembering the Father so much that, at the end, no one but the Father is remembered. 129Only then will you be able to claim a royal status.
121Antkāl jō alaph kō simarē aur phir nārāyaṇ kō simarē .
130At the final moment, let there only be remembrance of Alpha and remembrance of Narayan.
122Bāp aur nārāyaṇ ( varsā ) hī yād karnā hai .
131Only remember the Father and Narayan, the inheritance.
123Parantu māyā cum|kam nahī̃ hai .
132However, Maya is no less.
124Kachchē tō ēkdam ḍhēr hō paṛtē haĩ .
133Weak ones fall down completely.
125Ulṭē karmō̃ kā khātā tab bantā hai jab kisī K|kē nām rūp mē̃ phans paṛtē haĩ .
134An account of wrong actions is created when you become trapped in someone's name and form.
126Ēk-dō kō private chiṭṭhiyā̃ likhtē haĩ .
135They write private notes to one another.
127Dēhdhāriyō̃ sē prīt hō jātī hai tō ulṭē karmō̃ kā khātā ban jātā hai .
136If you develop love for a bodily being, you create a wrong type of karmic account. 137Baba receives the news.
128Bābā kē pās samāchār ātē haĩ .
138They perform wrong actions and then say: Baba, this happened.
129Ulṭā-sulṭā kām kar phir kahtē haĩ bābā hō gayā !
139Oh! but you had already created a wrong type of account.
130Arē , khātā ulṭā tō hō gayā nā !
140Everyone’s body is impure. 141Why do you remember it?
131Yah śharīr tō palīt hai , unkō tum yād kyō̃ kartē hō .
142The Father says: Remember Me and you will remain constantly happy.
132Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō sadaiv khuśhī rahē .
143Today, they are happy and tomorrow, they become like corpses.
133Āj khuśhī mē̃ haĩ , kal phir murdē ban paṛtē haĩ .
144Birth after birth, you have become trapped in the names and forms of others.
134Janma-janmāntar nām-rūp mē̃ phanstē ātē haĩ nā . 135Svarg mē̃ yah bīmārī nām-rūp key|kī hōtī nahī̃ .
145This sickness of being trapped in the names and forms of others does not exist in heaven.
136Vahā̃ tō mōhjīt kuṭumb hōtā hai .
146There, the whole family is free from attachment.
137Jāntē haĩ ham ātmā haĩ , śharīr nahī̃ .
147They understand that they are souls and not bodies.
138Vah hai hī ātma-abhimānī duniyā .
148That is the soul-conscious world.
139Yahā̃ hai dēh-abhimānī duniyā .
149This is the body-conscious world.
140Phir ādhā kalp tum dēhī-abhimānī ban jātē hō .
150You then become soul conscious for half a cycle.
141Ab bāp kahtē haĩ dēh-abhimān chhōṛō .
151The Father says: Now renounce body consciousness!
142Dēhī-abhimānī hōnē sē bahut mīṭhē śhītal hō jāyēṅgē .
152By becoming soul conscious, you will become very sweet and cool.
143Aisē bahut thōṛē haĩ , puruṣhārth karātē rahtē haĩ ki bāp kī yād na bhūlō .
153There are very few who inspire others to make the effort of not forgetting the Father.
144Bāp pharmān kartē haĩ mujhē yād karō , chart rakhō .
154The Father gives an order: Remember Me! 155Keep a chart!
145Parantu māyā chart bhī rakhnē nahī̃ dētī hai .
156However, Maya doesn’t allow you to keep a chart.
146Aisē mīṭhē bāp kō tō kitnā yād karnā chāhiē .
157You should remember such a sweet Father so much!
147Yah tō patiyō̃ kā pati , bāpō̃ kā bāp hai nā .
158He is the Husband of all husbands and the Father of all fathers.
148Bāp kō yād kar aur phir dūsrō̃ kō bhī āpsamān banānē kā puruṣhārth karnā hai , ismē̃ dilchaspī bahut achchhī rakhnī chāhiē .
159You have to remember the Father and also make effort to make others equal to yourself. 160You should be very interested in doing this.
149Serviceable bachchō̃ kō tō bāp naukrī sē chhuṛā dētē haĩ .
161The Father makes serviceable children leave their jobs.
150Circumstance dēkh kahē̃gē ab is dhandhē mē̃ lag jāō .
162When He sees your circumstances, He says: Become busy in this business.
151Aim object tō sāmnē khaṛī hai .
163Your aim and objective are in front of you.
152Bhakti mārg mē̃ bhī chitrō̃ kē āgē yād mē̃ baiṭhtē haĩ nā .
164People on the path of devotion sit in remembrance in front of idols.
153Tumkō tō sirph ātmā samajh paramātmā bāp kō yād karnā hai .
165You simply have to consider yourselves to be souls and remember God, the Father.
154Vichitr ban vichitr bāp kō yād karnā hai .
166Become one without an image and remember the Father who is without an image.
155Yah mēhnat hai .
167This takes effort.
156Viśhva kā mālik bannā , kōī māsī kā ghar nahī̃ hai .
168To become a master of the world is not like going to your aunty's home!
157Bāp kahtē haĩ - maĩ viśhva kā mālik nahī̃ bantā hū̃ , tumkō banātā hū̃ .
169The Father says: I do not become the Master of the world; I make you into those.
158Kitnā māthā mārnā paṛtā hai .
170He has to beat His head so much for you.
159Sapūt bachchō̃ kō tō āpēhī ōnā lagā rahēgā , chhuṭṭī lēkar bhī service mē̃ lag jānā chāhiē .
171Worthy children will automatically be concerned to become engaged in service and take leave from work.
160Kaī bachchō̃ kō bandhan bhī hai , mōh bhī rahtā hai .
172Some children have bondages, but they also have attachment.
161Bāp kahtē haĩ tumhārī sab bīmāriyā̃ bāhar nikalē̃gī .
173The Father says: All your sickness will erupt.
162Tum bāp kō yād kartē rahō .
174Simply continue to remember the Father.
163Māyā tumkō haṭānē key|kī kōśhiśh kartī hai .
175However, Maya tries to move you away from Him.
164Yād hī mukhya hai , rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā gyān milā , bākī aur kyā chāhiē .
176Remembrance is the main thing. 177You have received the knowledge of the Creator and the beginning, the middle and the end of creation.
165Bhāgyavān bachchē sabkō sukh dēnē kā puruṣhārth kartē haĩ , mansā , vāchā , karmaṇā kisī kō duḥkh nahī̃ dētē haĩ , śhītal hōkar chaltē haĩ tō bhāgya bantā jātā hai .
178Therefore, what else do you need? 179Fortunate children make effort to make everyone happy. 180They do not make anyone unhappy through their thoughts, words or deeds. 181By moving forward with coolness, they continue to make their fortune.
166Agar kōī nahī̃ samajhtē haĩ tō samjhā jātā inkē bhāgya mē̃ nahī̃ hai .
182If someone doesn’t understand this, it is realised that it is not in that one's fortune.
167Jinkē bhāgya mē̃ hai vah achchhī rīti suntē haĩ .
183Those who have this fortune listen very carefully.
168Anubhav bhī sunātē haĩ nā - kyā-kyā kartē thē .
184They also share their experience of what they used to do.
169Ab mālūm paṛā hai , jō kuchh kiyā ussē durgati hī huī .
185They say: I now understand that there was only degradation in everything I did.
170Sadgati kō tab pāyē̃ jab bāp kō yād karē̃ .
186Only when you remember the Father can you receive salvation.
171Bahut muśhkil kōī ghaṇṭā , ādhā ghaṇṭā yād kartē hōṅgē . 172Nahī̃ tō ghuṭkā khātē rahtē haĩ .
187It is with great difficulty that someone would remember Baba for even half an hour to an hour.
173Bāp kahtē haĩ ādhākalp ghuṭkā khāyā ab bāp milā hai , student life hai tō khuśhī hōnī chāhiē nā .
188The rest of the time they choke. 189The Father says: You have been choking for half a cycle.
174Parantu bāp kō ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .
190Now that you have found the Father, you should be happy.
175Bāp kahtē haĩ tum karmayōgī hō .
191Since this is your student life, you should be happy.
176Vah dhandhā ādi tō karnā hī hai .
192However, you children repeatedly forget the Father.
177Nīnd bhī cum|kam karnā achchhā hai .
193He says: You are karma yogis.
178Yād sē kamāī hōgī , khuśhī bhī rahēgī .
194You have to carry on with your business etc.
179Yād mē̃ baiṭhnā jarūrī hai .
195It is good to sleep less.
180Din mē̃ tō phursat nahī̃ miltī hai isliē rāt kō samay nikālnā chāhiē .
196By having this remembrance you earn an income and also remain happy.
181Yād sē bahut khuśhī rahēgī .
197It is essential to sit in remembrance.
182Kiskō bandhan hai tō kah saktē haĩ hamkō tō bāp sē varsā lēnā hai , ismē̃ kōī rōk nahī̃ saktā .
198If you have no time during the day, make time during the night. 199You will have great happiness by having this remembrance.
183Sirph government kō jāē samjhāō ki vināśh sāmnē khaṛā hai , bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
200If any of you have a bondage, tell him or her that you want to claim your inheritance from the Father and that no one can stop you from doing this.
184Aur yah antim janm tō pavitra rahnā hai isliē ham pavitra bantē haĩ .
201Simply go and explain to the Government: Destruction is standing ahead.
185Parantu kahē̃gē vah jinkō gyān key|kī mastī hōgī .
202The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.
186Aisē nahī̃ ki yahā̃ ākar phir dēhdhārī kō yād kartē rahē̃ .
203Remain pure during this last birth. 204This is why we are becoming pure.
187Dēh-abhimān mē̃ ākar laṛnā-jhagaṛnā jaisē krōdh kā bhūt hō jātā hai .
205However, only those who have the intoxication of this knowledge would say this.
188Bābā krōdh karnē vālē key|kī taraph kabhī dēkhtē bhī nahī̃ .
206It should not be that you come here and then keep remembering bodily beings.
189Service karnē vālō̃ sē pyār hōtā hai . 190Dēh-abhimān key|kī chalan dikhāī paṛtī hai .
207To fight and quarrel in body consciousness is like being possessed by the evil spirit of anger.
191Gul-gul tab banē̃gē jab bāp kō yād karē̃gē .
208Baba does not even look at anyone who becomes angry.
192Mūl bāt hai yah .
209There is love for those who do service.
193Ēk-dō kō dēkhtē bāp kō yād karnā hai .
210Their activity is of body consciousness.
194Service mē̃ tō haḍḍiyā̃ dēnī chāhiē .
211You will become beautiful when you remember the Father.
195Brāhmaṇō̃ kō āpas mē̃ kṣhīrkhaṇḍ hōnā chāhiē .
212This is the main thing. 213See one another but remember the Father.
196Lūnpānī nahī̃ hōnā chāhiē .
214Give your bones for service.
197Samajh na hōnē K|kē kāraṇ ēk-dō sē naphrat , bāp sē bhī naphrat lātē rahtē haĩ . 198Aisē kyā pad pāyēṅgē !
215Brahmins have to live with one another like milk and sugar, not like salt water. 216Because they don't understand, they dislike one another and the Father.
199Tumkō sākṣhātkār hōṅgē phir us samay smr̥iti āyēgī - yah hamnē ġaphlat key|kī .
217What status would such children claim? 218At the end, you will have visions of what you did and realise the mistakes you made.
200Bāp phir kah dētē haĩ takdīr mē̃ nahī̃ hai tō kyā kar saktē haĩ .
219The Father says: If it is not in someone's fortune, what can anyone do?
201Achchhā .
220Achcha.
202Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
221To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
203Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
222The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
204Dhārṇā kē liē mukhya sār :
223Essence for dharna:
2051 ) nirbandhan bannē kē liē gyān key|kī mastī hō .
224 1. In order to become free from bondage, maintain your intoxication of this knowledge.
206Dēh-abhimān key|kī chalan na hō .
225There must be no body-conscious behaviour.
207Āpas mē̃ lūnpānī hōnē K|kē saṅskār na hō̃ .
226There should not be any sanskars of being like salt water with one another.
208Dēhdhāriyō̃ sē pyār hai tō bandhanmukt hō nahī̃ saktē .
227When you love bodily beings, you cannot become free from bondage.
2092 ) karmayōgī bankar rahnā hai , yād mē̃ baiṭhnā jarūr hai .
228 2. Live as a karma yogi. 229Definitely sit in remembrance.
210Ātma-abhimānī ban bahut mīṭhā aur śhītal bannē kā puruṣhārth karnā hai .
230Become soul conscious and make the effort to become very sweet and cool.
211Service mē̃ haḍḍiyā̃ dēnī hai .
231Give your bones for service.
Blessing
212Vardān : ēknāmī aur economy K|kē pāṭh dvārā halchal mē̃ bhī achal - aḍōl bhav
232Blessing: May you be unshakeable and immovable in any upheaval by learning the lesson of belonging to the One and being economical.
213Samay pramāṇ vāyumaṇḍal aśhānti aur halchal kā baṛhtā jā rahā hai , aisē samay par achal aḍōl rahnē kē liē buddhi key|kī line bahut clear hōnī chāhiē .
233 According to the time, the atmosphere of peacelessness and upheaval is increasing everywhere. 234In order to remain unshakeable and immovable at such a time, let the line of your intellect be clear.
214Iskē liē samay pramāṇ touching aur catching power key|kī āvaśhyaktā hai iskō baṛhānē kē liē ēknāmī aur economy vālē banō .
235For this, you need the touching and catching powers according to the time and in order to increase these you have to belong to the One and become economical.
215Ēknāmī aur economy karnē vālē bachchō̃ key|kī line clear hōnē K|kē kāraṇ bāp-dādā K|kē direction kō sahaj catch kar halchal mē̃ bhī achal-aḍōl rahtē haĩ .
236Because those who belong to the One are economical, they have a clear line and are easily able to catch BapDada’s directions. 237They remain unshakeable and immovable even in any upheaval.
Slogan
216Slōgan : sthūl sūkṣhma kāmnāō̃ kā tyāg karō tab kisī bhī bāt kā sāmnā kar sakē̃gē .
238Slogan: Renounce any gross or subtle desires and you will then be able to face any situation.
239*** Om Shanti ***