बुधवार 29 अप्रैल 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

029-04-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 29/04/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhārā yah brāhmaṇ kul bilkul nirālā hai , tum brāhmaṇ hī knowledgeful hō , tum gyān , vigyān aur agyān kō jāntē hō ' '

1Essence: Sweet children, this Brahmin clan of yours is unique. 2Only you Brahmins are knowledge-full. 3You now know about gyan (knowledge), vigyan (beyond knowledge or yoga) and agyan (ignorance).

Question

2Praśhna  : kis sahaj purūṣhārth sē tum bachchō̃ key|kī dil sab bātō̃ sē haṭtī jāyēgī  ?

4Question: What easy effort should you children make in order for your hearts to move away from everything else?

Answer

3Uttar  : sirph rūhānī dhandhē mē̃ lag jāō , jitnā-jitnā rūhānī service kartē rahē̃gē utnā aur sab bātō̃ sē svataḥ dil haṭtī jāyēgī .

5Answer: Simply engage yourselves in spiritual business. 6The more spiritual service you do, the more your hearts will automatically move away from everything else and you will become busy making effort to claim the kingdom.

4Rājāī lēnē K|kē purūṣhārth mē̃ lag jāyēṅgē . 5Parantu rūhānī service K|kē sāth-sāth jō rachnā rachī hai , uskī bhī sambhāl karnī hai .

7However, as well as doing this spiritual service, you also have to look after your creation that you have created.

Song

6Gīt  : jō piyā kē sāth hai …

8Song: The rain of knowledge is for those who are with the Beloved.

Murli

7Ōm śhānti .

9Om shanti.

8Piyā kahā jātā hai bāp kō .

10It is the Father who is called the Beloved.

9Ab bāp kē āgē tō bachchē baiṭhē haĩ .

11You children are now sitting in front of the Father.

10Bachchē jāntē haĩ ham kōī sādhū sanyāsī ādi kē āgē nahī̃ baiṭhē haĩ .

12You children know that you are not sitting in front of a sannyasi or sage.

11Vah bāp gyān kā sāgar hai , gyān sē hī sadgati hōtī hai .

13That Father is the Ocean of Knowledge. 14It is through knowledge that there is salvation.

12Kahā jātā hai gyān , vigyān aur agyān .

15People speak of gyan, vigyan and agyan.

13Vigyān arthāt dēhī-abhimānī bannā , yād kī yātrā mē̃ rahnā aur gyān arthāt sr̥iṣhṭi chakra kō jānnā .

16Vigyan means to become soul conscious and to stay on the pilgrimage of remembrance. 17Gyan is the knowledge of how the world cycle continues to turn.

14Gyān , vigyān aur agyān - iskā arth|earth manuṣhya bilkul nahī̃ jāntē haĩ .

18People do not know the real meaning of gyan, vigyan or agyan at all.

15Abhī tum hō saṅgamyugī brāhmaṇ .

19You are now confluence-aged Brahmins.

16Tumhārā yah brāhmaṇ kul nirālā hai , unkō kōī nahī̃ jāntē .

20This Brahmin clan of yours is unique. 21No one knows it.

17Śhāstrō̃ mē̃ yah bātē̃ haĩ nahī̃ ki brāhmaṇ saṅgam par hōtē haĩ .

22It doesn’t say in the scriptures that Brahmins exist at the confluence age.

18Yah bhī jāntē haĩ prajāpitā brahmā hōkar gayā hai , uskō ādi dēv kahtē haĩ .

23They know that Prajapita Brahma existed in the past, which is why he is also called Adi Dev (the First Deity).

19Ādi dēvī jagat ambā , vah kaun hai  !

24Who then is Adi Devi Jagadamba (World Mother)?

20Yah bhī duniyā nahī̃ jāntī .

25No one in the world knows this.

21Jarūr brahmā key|kī mukh vaṅśhāvalī hī hōgī .

26She must definitely be a mouth-born creation of Brahma.

22Vah kōī brahmā key|kī strī nahī̃ ṭhaharī .

27Jagadamba is not Brahma's wife; she is adopted.

23Adopt kartē haĩ nā .

28You children are also adopted.

24Tum bachchō̃ kō bhī adopt kartē haĩ .

29Brahmins cannot be called deities.

25Brāhmaṇō̃ kō dēvtā nahī̃ kahē̃gē .

30There is a temple to Brahma here.

26Yahā̃ brahmā kā mandir hai , vah bhī manuṣhya hai nā .

31He too is a human being. 32Saraswati is with Brahma.

27Brahmā kē sāth sarasvatī bhī hai .

33Then, there are also temples to the goddesses.

28Phir dēviyō̃ K|kē bhī mandir haĩ .

34All of them are human beings of this time.

29Sabhī yahā̃ K|kē hī manuṣhya haĩ nā .

35They have created a temple to only one.

30Mandir ēk kā banā diyā hai . 31Prajāpitā key|kī tō ḍhēr prajā hōgī nā .

36Since there is Prajapita (Father of People), there must be many people.

32Ab ban rahī hai .

37They are now being created.

33Prajāpitā brahmā kā kul vr̥iddhi kō pā rahā hai .

38The clan of Prajapita Brahma is now increasing.

34Haĩ adopted dharm K|kē bachchē . 35Ab tumkō bēhad K|kē bāp nē dharm kā bachchā banāyā hai .

39You children are adopted; the unlimited Father has now adopted you.

36Brahmā bhī bēhad K|kē bāp kā bachchā ṭhaharā|ṭhahrā , inkō bhī varsā unsē miltā hai .

40Brahma too is a child of the unlimited Father. 41He too receives his inheritance from that One.

37Tum pōtrē pōtriyō̃ kō bhī varsā unsē miltā hai .

42You are grandsons and granddaughters who receive the inheritance from that One.

38Gyān tō kōī kē pās hai nahī̃ kyōṅki gyān kā sāgar ēk hai , vah bāp jab tak na āyē tab tak kiskī sadgati hōtī nahī̃ .

43No one has this knowledge because only the one Father is the Ocean of Knowledge. 44Until that Father comes, no one can attain salvation.

39Abhī tum bhakti sē gyān mē̃ āyē hō , sadgati kē liē .

45You have now left devotion and come into knowledge in order to attain salvation.

40Satyug kō kahā jātā hai sadgati . 41Kaliyug kō durgati kahā jātā hai kyōṅki rāvaṇ kā rājya hai .

46The golden age is called salvation and the iron age is called degradation because it is the kingdom of Ravan.

42Sadgati kō rāmrājya bhī kahtē haĩ . 43Sūryavanśhī bhī kahtē haĩ .

47Salvation is the kingdom of Rama; it is also called the sun dynasty.

44Yathārth nām sūryavanśhī , chandravanśhī hai .

48The accurate names are the sun dynasty and the moon dynasty.

45Bachchē jāntē haĩ ham hī sūryavanśhī kul K|kē thē , phir 84 janma liyē , yah knowledge kōī śhāstrō̃ mē̃ hō nahī̃ saktī kyōṅki śhāstra haĩ hī bhakti mārg kē liē .

49You children know that you first belonged to the sun-dynasty clan and that you took 84 births. 50This knowledge cannot be in any of the scriptures because the scriptures belong to the path of devotion.

46Vah tō sab vināśh hō jāyēṅgē .

51All of that is to be destroyed.

47Yahā̃ sē jō saṅskār lē jāyēṅgē vahā̃ vah sab banānē lag paṛē̃gē .

52Those people will take the sanskars that they have and start creating those things there.

48Tumhārē mē̃ bhī saṅskār bharē jātē haĩ rājāī K|kē .

53You are being filled with the sanskars of ruling.

49Tum rājāī karē̃gē vah ( science-dān ) phir us rājāī mē̃ ākar , jō hunar sīkhtē haĩ vahī karē̃gē .

54You will rule there and those scientists will use the skills they have in that kingdom.

50Jāyēṅgē jarūr sūryavanśhī , chandravanśhī rājāī mē̃ .

55They will definitely go into the sun and moon dynasties.

51Unmē̃ hai sirph science key|kī knowledge . 52Vē|way uskē saṅskār lē jāyēṅgē . 53Vah bhī saṅskār haĩ .

56They simply have the knowledge of science and they will take the sanskars of that; those are also sanskars.

54Vah bhī purūṣhārth kartē haĩ , unkē pās|pass vah ilam ( vidyā ) hai .

57They are also making effort; they have that knowledge.

55Tumhārē pās|pass dūsrā kōī ilam nahī̃ hai .

58You do not have any other knowledge.

56Tum bāp sē rājāī lē̃gē .

59You are claiming the kingdom from the Father.

57Dhandhē ādi mē̃ tō vah saṅskār rahtē haĩ nā .

60Those in business, too, still have those sanskars.

58Kitnī khiṭpiṭ rahtī hai .

61There is so much conflict.

59Parantu jab tak vānaprasth avasthā nahī̃ huī hai tō gharbār key|kī sambhāl bhī karnī hai . 60Nahī̃ tō bachchō̃ key|kī kaun sambhāl karē̃gē .

62However, until you reach the stage of retirement, you have to take care of your households, otherwise, who else would look after your children?

61Yahā̃ tō nahī̃ ākar baiṭhē̃gē .

63They cannot come and stay here.

62Aisē kahtē haĩ jab is dhandhē mē̃ pūrī rīti lag jāyēṅgē phir vah chhūṭ saktā hai .

64You are told that when you become busy in this business, you can then be freed from all of that.

63Sāth mē̃ rachnā kō bhī jarūr sambhālnā paṛtā hai .

65However, together with this business, you also have to look after your creation.

64Hā̃ kōī achchhī rīti rūhānī service mē̃ lag jātē haĩ phir unsē jaisē dil uṭh jāyēgī .

66Yes, the hearts of those who become very busy in doing spiritual service then move away from other things.

65Samajhē̃gē jitnā time is rūhānī service mē̃ dēvē̃ , utnā achchhā hai .

67They will think, "The more time I give to this spiritual service, the better it will be."

66Bāp āyē haĩ patit sē pāvan bannē kā rāstā batānē , tō bachchō̃ kō bhī yahī service karnī hai .

68The Father has come to show you the way to change from impure to pure. 69Therefore, you children have to do this service.

67Har ēk kā hisāb dēkhā jātā hai .

70Each one's accounts are looked at.

68Bēhad kā bāp tō kēval patit sē pāvan bannē key|kī mat dētē haĩ , vah pāvan bannē kā hī rāstā batātē haĩ . 69Bākī yah dēkh-rēkh karnā , rāy dēnā inkā dhandhā hō jātā hai .

71The unlimited Father simply gives directions for you to change from impure to pure. 72He only shows the way to become pure, but this one’s business is to look after everything else and give advice etc.

70Śhivbābā kahtē haĩ mērē sē kōī bāt dhandhē ādi key|kī nahī̃ pūchhnī hai .

73Shiv Baba says: Don’t ask Me for advice about your business etc.

71Mērē kō tumnē bulāyā hai ki ākar patit sē pāvan banāō , tō ham in dvārā tumkō banā rahā hū̃ .

74You called out to Me to come and purify you, and I am doing that through this one.

72Yah bhī bāp hai , inkī mat par chalnā paṛē .

75He too is your father and you have to follow his directions.

73Unkī rūhānī mat , inkī jismānī . 74Inkē ūpar bhī kitnī responsibility rahtī hai .

76That One's directions are spiritual and this one's are physical. 77This one also has so much responsibility!

75Yah bhī kahtē rahtē haĩ ki bāp kā pharmān hai māmēkam yād karō .

78He also continues to say: Baba's directions are to remember Him constantly.

76Bāp key|kī mat par chalō .

79Follow the Father's directions!

77Bākī bachchō̃ kō kuchh bhī pūchhnā paṛtā hai , naukrī mē̃ kaisē chalē̃ , in bātō̃ kō yah sākār bābā achchhī tarah samjhā saktē haĩ , anubhavī haĩ , yah batātē rahē̃gē .

80However, if you children want to ask about how to carry on in your work, physical Baba can explain such things to you very well. 81He is experienced and can tell you everything about the way he does things.

78Aisē-aisē maĩ kartā hū̃ , inkō dēkh sīkhnā hai , yah sikhātē rahē̃gē kyōṅki yah hai sabsē āgē .

82You have to learn by watching him. 83He will continue to teach you because he is ahead of everyone.

79Sab tūphān pahlē inkē pās|pass ātē haĩ isliē sabsē rūstam yah hai , tab tō ūñch pad bhī pātē haĩ .

84All the storms first come to him. 85This is why he is the most powerful of all and why he therefore claims the highest status.

80Māyā rūstam hō laṛtī hai .

86Maya too is powerful and battles with you.

81Isnē phaṭ sē sab kuchh chhōṛ diyā , inkā part thā .

87This one instantly renounced everything. 88That was in his part.

82Bābā nē insē yah karā diyā .

89Baba made him do that.

83Karankarāvanhār tō vah hai nā .

90That One is Karankaravanhar, is He not?

84Khuśhī sē chhōṛ diyā , sākṣhātkār hō gayā . 85Ab ham viśhva K|kē mālik bantē haĩ . 86Yah pāī paisē key|kī chīz ham kyā karē̃gē .

91He renounced everything in happiness. 92He had a vision that he was to become the master of the world; therefore, what would he do with those things worth only a few pennies?

87Vināśh kā sākṣhātkār bhī karā diyā . 88Samajh gayē , is purānī duniyā kā vināśh hōnā hai .

93He was also given a vision of destruction, through which he understood that this old world was to be destroyed.

89Hamkō phir sē rājāī miltī hai tō phaṭ sē vah chhōṛ diyā . 90Ab tō bāp key|kī mat par chalnā hai .

94He understood that he was going to receive the kingdom once again, and so he instantly renounced all of that business.

91Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō .

95I now have to follow the Father's directions.

92Drama anusār bhaṭṭhī bannī thī .

96The Father says: Remember Me!

93Manuṣhya thōṛēhī samajhtē ki itnē yah sab kyō̃ bhāgē .

97According to the drama, this bhatthi had to be created.

94Yah kōī sādhū sant tō nahī̃ .

98People didn’t understand why all of you came running.

95Yah tō simple hai , isnē kiskō bhagāyā bhī nahī̃ .

99This one is not a sage or a holy man; he is a simple person. 100He didn’t abduct anyone.

96Kr̥iṣhṇa kā charitra kōī hai nahī̃ .

101There are no divine activities of Krishna.

97Manuṣhya mātra key|kī mahimā kōī hai nahī̃ .

102The praise doesn’t belong to a human being.

98Mahimā hai tō ēk bāp key|kī . 99Bas .

103The praise only belongs to the one Father; that's all!

100Bāp hī ākar sabkō sukh dētē haĩ .

104Only the Father comes and grants everyone happiness.

101Tumsē bāt kartē haĩ .

105It is He who speaks to you.

102Tum yahā̃ kiskē pās|pass āyē hō  ?

106Whom have you come to?

103Tumhārī buddhi vahā̃ bhī jāyēgī , yahā̃ bhī kyōṅki jāntē hō śhivbābā rahnē vālā vahā̃ kā hai .

107Your intellects go up there and also here because you know that Shiv Baba is the Resident of that place.

104Abhī inmē̃ āyē haĩ .

108He has now entered this one’s body.

105Bāp sē hamkō svarg kā varsā milnā hai .

109We receive the inheritance of heaven from the Father.

106Kaliyug kē bād jarūr svarg āyēgā .

110Heaven will definitely come after the iron age.

107Kr̥iṣhṇa bhī bāp sē varsā lēkar jāē rājāī kartē haĩ , ismē̃ charitra key|kī bāt hī nahī̃ .

111Krishna too receives the inheritance from the Father and goes and rules there. 112There is no question of divine activities in that.

108Jaisē rājā kē pās prince paidā hōtā hai , school mē̃ paṛhkar phir baṛā hōkar gaddī lēgā .

113It's just like a prince being born to a king. 114He studies at school and then receives the throne when he grows up.

109Ismē̃ mahimā vā charitra key|kī bāt nahī̃ .

115There is no question of praise or divine activity in that.

110Ūñch tē ūñch ēk bāp hī hai .

116Only the one Father is the Highest on High.

111Mahimā bhī unkī hōtī hai  !

117The praise also belongs to Him alone.

112Yah bhī unkā parichay dētē haĩ .

118This one gives His introduction.

113Agar vah kahē maĩ kahtā hū̃ tō manuṣhya samajhē̃gē yah apnē liē kahtē haĩ .

119If I (Brahma) were to say that I am sayingthis, people would think that I am referring to myself.

114Yah bātē̃ tum bachchē samajhtē hō , bhagvān kō kabhī bhī manuṣhya nahī̃ kah saktē .

120Only you children understand that no human being can be called God.

115Vah tō ēk hī nirākār hai .

121Only the incorporeal One is God.

116Paramdhām mē̃ rahtē haĩ .

122He lives in the supreme abode.

117Tumhārī buddhi ūpar mē̃ bhī jātī hai phir nīchē bhī ātī hai .

123Your intellects go up above and come down here.

118Bābā dūrdēśh sē parāyē dēśh mē̃ ākar hamkō paṛhāē phir chalē jātē haĩ .

124Baba comes from the faraway land into this foreign land; He teaches us and then returns home.

119Khud kahtē haĩ - maĩ ātā hū̃ second mē̃ . 120Dērī nahī̃ lagtī hai .

125He Himself says: I come in a second; it doesn't take long.

121Ātmā bhī second mē̃ ēk śharīr chhōṛ dūsrē mē̃ jātī hai .

126Souls too leave their bodies and enter others in a second.

122Kōī dēkh na sakē .

127No one can see this.

123Ātmā bahut tīkhī hai .

128Souls are very fast.

124Gāyā bhī huā hai second mē̃ jīvanmukti .

129“Liberation in life in a second” is remembered.

125Rāvaṇ rājya kō jīvanbandh rājya kahē̃gē . 126Bachchā paidā huā aur bāp kā varsā milā .

130The kingdom of Ravan is called the land of bondage where it is a life of bondage.

127Tumnē bhī bāp kō pahchānā aur svarg K|kē mālik banē̃ phir usmē̃ number-vār martabē haĩ - purūṣhārth anusār .

131When a son is born he receives his father's inheritance. 132You have recognized the Father and are becoming the masters of the world.

128Bāp bahut achchhī rīti samjhātē rahtē haĩ , dō bāp haĩ - ēk laukik aur ēk pārlaukik .

133However, you receive a status, numberwise, according to the efforts you make. 134The Father continues to explain very clearly.

129Gātē bhī haĩ duḥkh mē̃ simraṇ sab karē , sukh mē̃ karē na kōī .

135There are two fathers: the one of this world and the One from beyond this world.

130Tum jāntē hō ham bhāratvāsiyō̃ kō jab sukh thā tō simraṇ nahī̃ kartē thē . 131Phir hamnē 84 janma liē .

136People sing, “Everyone remembers God at the time of sorrow but no one remembers Him at the time of happiness.”

132Ātmā mē̃ khād paṛtī hai tō degree kam hōtī jātī hai .

137You people of Bharat know that when you lived in happiness you didn’t remember Him.

13316 kalā sampūrṇ phir 2 kalā kam hō jātī hai . 134Cum|kam pās|pass hōnē kāraṇ rām kō bāṇ dikhāyā hai .

138Whilst taking your 84 births, alloy was mixed into you souls and so your degrees reduced: from being 16 celestial degrees completely pure you lost two degrees.

135Bākī kōī dhanuṣh nahī̃ tōṛā hai . 136Yah ēk niśhānī dē dī hai .

139Because Rama passed with fewer marks, he has been portrayed with a bow and arrow.

137Yah haĩ sab bhakti mārg key|kī bātē̃ .

140However, he didn't break a bow. 141They have just shown a symbol.

138Bhakti mē̃ manuṣhya kitnā bhaṭaktē haĩ .

142All of those aspects belong to the path of devotion.

139Ab tumkō gyān milā hai , tō bhaṭaknā band hō jātā hai .

143People wander about so much in devotion! 144You have now received knowledge.

140 «  hē śhivbābā ' ' kahnā yah pukār kā śhabda hai .

145Therefore, your wandering has ended. 146To say "O Shiv Baba!" means to call out.

141Tumkō hē śhabda nahī̃ kahnā hai .

147You mustn’t say such words.

142Bāp kō yād karnā hai .

148You must remember the Father.

143Chillāyā tō gōyā bhakti kā aṅśh ā gayā .

149If you cry out, it means you have a trace of devotion.

144Hē bhagvān kahnā bhī bhakti key|kī ādat hai .

150To say, "O God!" is also a devotional habit.

145Bābā nē thōṛēhī kahā hai - hē bhagvān kahkar yād karō .

151Baba hasn’t told you to remember Him by saying, "O God!"

146Antarmukh hō mujhē yād karō .

152He says: Become introverted and remember Me.

147Simraṇ bhī nahī̃ karnā hai .

153You must not continue to chant.

148Simraṇ bhī bhakti mārg kā akṣhar hai .

154The word “chanting” also belongs to the path of devotion.

149Tumkō bāp kā parichay milā , ab bāp key|kī śhrīmat par chalō .

155You have received the Father's introduction. 156Now follow the Father's shrimat!

150Aisē bāp kō yād karō jaisē laukik bachchē dēhdhārī bāp kō yād kartē haĩ .

157Remember the Father in the same way as a physical child remembers his physical father.

151Khud bhī dēh-abhimān mē̃ haĩ tō yād bhī dēhdhārī bāp kō kartē haĩ .

158He himself is body conscious and he remembers his bodily father.

152Pārlaukik bāp tō hai hī dēhī-abhimānī .

159The Father from beyond is soul conscious.

153Ismē̃ ātē haĩ tō bhī dēh-abhimānī nahī̃ hōtē .

160Even when He enters this one He doesn't become body conscious.

154Kahtē haĩ hamnē yah loan liyā hai , tumkō gyān dēnē liē maĩ yah loan lētā hū̃ .

161He says: I take this body on loan. 162I have taken this body on loan in order to give you knowledge.

155Gyān sāgar hū̃ parantu gyān kaisē dū̃ .

163I am the Ocean of Knowledge, but how can I give you knowledge?

156Garbh mē̃ tō tum jātē hō , maĩ thōṛēhī garbh mē̃ jātā hū̃ .

164You enter a womb. 165I do not enter a womb.

157Mērī gati mat hī nyārī hai .

166My ways and means are unique.

158Bāp ismē̃ ātē haĩ . 159Yah bhī kōī nahī̃ jāntē .

167No one knows that the Father enters this one.

160Kahtē bhī haĩ brahmā dvārā sthāpanā . 161Parantu kaisē brahmā dvārā sthāpanā kartē haĩ  ?

168It is said: "Establishment through Brahma", but how is establishment carried out through Brahma?

162Kyā prērṇā dēgē  !

169Would He give him inspiration?

163Bāp kahtē haĩ maĩ sādhāraṇ tan mē̃ ātā hū̃ . 164Uskā nām brahmā rakhtā hū̃ kyōṅki sanyās kartē haĩ nā .

170The Father says: I enter an ordinary body and name him Brahma because he renounces everything.

165Tum bachchē jāntē hō abhī brāhmaṇō̃ key|kī mālā nahī̃ ban saktī kyōṅki ṭūṭtē rahtē haĩ .

171You children know that the rosary of Brahmins cannot be created at this time, because they (Brahmins) continue to break.

166Jab brāhmaṇ final ban jātē haĩ tab rūdra mālā bantī hai , phir viṣhṇu key|kī mālā mē̃ jātē haĩ .

172When you Brahmins are finally ready, the rosary of Rudra is created. 173You then go into the rosary of Vishnu.

167Mālā mē̃ ānē kē liē yād kī yātrā chāhiē .

174In order to go into that rosary, you need the pilgrimage of remembrance.

168Abhī tumhārī buddhi mē̃ hai ki ham sō pahlē-pahlē satōpradhān thē phir satō rajō tamō mē̃ ātē haĩ .

175It is now in your intellects that you were at first satopradhan and that you then went through the stages of sato, rajo and tamo.

169Ham sō kā bhī arth|earth hai nā .

176You understand the meaning of "Hum so, so hum".

170Ōm kā arth|earth alag hai , ōm mānā ātmā .

177The meaning of “Om” is different from that. 178“Om” means, “I, the soul”.

171Phir vahī ātmā kahtī hai ham sō dēvtā kṣhatriya . . . vō lōg phir kah dētē ham ātmā sō paramātmā .

179That soul then says: I was a deity who became a warrior, etc. 180However, those people (sannyasis) then say: I, the soul, am the Supreme Soul.

172Tumhārā ōm aur ham sō kā arth|earth bilkul alag hai .

181The meanings of "Om" and "Hum so" are completely different.

173Ham ātmā haĩ phir ātmā varṇō mē̃ ātī hai , ham ātmā sō pahlē dēvtā kṣhatriya bantē haĩ .

182I am a soul and this soul goes through the different clans. 183I, the soul, first become a deity, and then a warrior etc.

174Aisē nahī̃ ki ātmā sō paramātmā , gyān pūrā na hōnē K|kē kāraṇ arth|earth hī munjhā diyā hai .

184It isn't that a soul is the Supreme Soul. 185It is because they don’t have full knowledge that they have confused the meanings.

175Aham brahmasmi kahtē haĩ , yah bhī wrong hai .

186They say: I am the brahm element. 187That too is wrong.

176Bāp kahtē haĩ maĩ rachnā kā mālik tō bantā nahī̃ .

188The Father says: I do not become the Master of creation.

177Is rachnā K|kē mālik tum hō .

189You are the masters of this creation.

178Viśhva K|kē bhī mālik tum bantē hō .

190You become the masters of the world.

179Brahm tō tatva hai .

191Brahm is just the element of light.

180Tum ātmā sō is rachnā K|kē mālik bantē hō .

192You souls become the masters of this creation.

181Abhī bāp sab vēdō̃ śhāstrō̃ kā yathārth arth|earth baiṭh sunātē haĩ .

193The Father now sits here and gives you the accurate meaning of the Vedas and scriptures.

182Abhī tō paṛhtē rahnā hai .

194Now continue to study!

183Bāp tumhē̃ naī-naī bātē̃ samjhātē rahtē haĩ .

195The Father continues to explain new things to you.

184Bhakti kyā kahtī hai , gyān kyā kahtā hai .

196What does devotion say and what does knowledge say?

185Bhakti mārg mē̃ mandir banāyē , jap tap kiyē , paisā barbād kiyā .

197On the path of devotion, you built temples, did penance and tapasya and wasted your money.

186Tumhārē mandirō̃ kō bahutō̃ nē lūṭā hai .

198Many looted your temples.

187Yah bhī drama mē̃ part hai phir jarūr unhō̃ sē hī vāpas milnā hai .

199That too is part of the drama; you will receive everything back from them.

188Abhī dēkhō kitnā dē rahē haĩ .

200Just look how much they are giving you now!

189Din pratidin baṛhātē rahtē haĩ . 190Yah bhī lētē rahtē haĩ .

201Day by day, they continue to increase the amount and you (Bharat) continue to take it.

191Unhōnnē jitnā liyā hai utnā hī pūrā hisāb dēgē .

202They will return exactly what they took.

192Tumhārē paisē jō khāyē haĩ , vah hap nahī̃ kar saktē .

203They cannot digest the wealth they took from you.

193Bhārat tō avināśhī khaṇḍ hai nā .

204The land of Bharat is imperishable.

194Bāp kā birth place hai .

205It is the Father's birthplace.

195Yahā̃ hī bāp ātē haĩ .

206The Father only comes here.

196Bāp K|kē khaṇḍ sē hī lē jātē haĩ tō vāpis dēnā paṛē .

207They take it from the Father's land; therefore, they have to return it.

197Samay par dēkhō kaisē miltā hai . 198Yah bātē̃ tum jāntē hō .

208Just look how you are being given this back at the time of need.

199Unkō thōṛēhī patā hai - vināśh kis samay āyēgā .

209You know about these things. 210They do not know when destruction will take place.

200Government bhī yah bātē̃ mānē̃gī nahī̃ .

211The Government doesn’t believe these things either.

201Drama mē̃ nūndh hai , karjā uṭhātē hī rahtē haĩ .

212This is fixed in the drama. 213They continue to incur debt.

202Return hō rahā hai .

214Everything is now being returned.

203Tum jāntē hō hamārī rājdhānī sē bahut paisē lē gayē haĩ , sō phir dē rahē haĩ .

215You know that they took a lot of wealth from your kingdom and that they are now returning it.

204Tumkō kōī bāt kā phikar nahī̃ hai .

216You do not have to be concerned about that.

205Phikar rahtā hai sirph bāp kō yād karnē kā .

217Just have the one concern of remembering the Father.

206Yād sē hī pāp bhasma hōṅgē .

218Only by having this remembrance will your sins be absolved.

207Knowledge tō bahut sahaj hai .

219Knowledge is very easy.

208Ab jō jitnā purūṣhārth karē .

220Now, it all depends on how much effort each one of you makes.

209Śhrīmat tō miltī rahtī hai .

221You will continue to receive shrimat.

210Avināśhī surgeon sē her|har bāt mē̃ mat lēnī paṛē .

222You have to take directions from the eternal Surgeon in every respect.

211Achchhā  !

223Achcha.

212Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

224To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

225The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

214Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

226Essence for dharna:

2151 ) jitnā time milē utnā time yah rūhānī dhandhā karnā hai .

227 1. Whatever time you have, use that time in doing spiritual business.

216Rūhānī dhandhē K|kē saṅskār ḍālnē haĩ .

228Imbibe the sanskars of doing spiritual business.

217Patitō̃ kō pāvan banānē key|kī service karnī hai .

229Do the service of purifying the impure.

2182 ) antarmukhī ban bāp kō yād karnā hai .

230 2. Become introverted and remember the Father.

219Mukh sē hē śhabda nahī̃ nikālnā hai .

231Do not use the term "O God!"

220Jaisē bāp kō ahaṅkār nahī̃ , aisē nirahaṅkārī bannā hai .

232Just as the Father has no ego, you too have to become egoless.

Blessing

221Vardān  : saṅgaṭhit rūp mē̃ ēkras sthiti K|kē abhyās dvārā vijay kā nagāṛā bajānē vālē ever ready bhav

233Blessing: May you be ever-ready and beat the drums of victory by collectively practising having a constant and stable stage.

222Viśhva mē̃ vijay kā nagāṛā tab bajēgā jab sabhī K|kē sab saṅkalp ēk saṅkalp mē̃ samā jāyēṅgē .

234 The drums of victory in the world will beat when everyone’s thoughts are merged in one thought.

223Saṅgaṭhit rūp mē̃ jab ēk second mē̃ sabhī ēkras sthiti mē̃ sthit hō jāē̃ tab kahē̃gē ever ready .

235When everyone becomes collectively stable in one stage you will then be said to be ever-ready.

224Ēk second mē̃ ēkmat , ēkras sthiti aur ēk saṅkalp mē̃ sthit hōnē key|kī hī niśhānī aṅgulī dikhāī hai , jis aṅgulī sē kaliyugī parvat uṭh jātā hai isliē saṅgaṭhit rūp mē̃ ēkras sthiti banānē kā abhyās karō tab hī viśhva K|kē andar śhakti sēnā kā nām bālā hōgā .

236To follow one direction in a second, to have a constant and stable stage and to be stable in one thought – the sign of all of this is one finger, the finger with which the iron-aged mountain is lifted. 237Therefore, practise creating a constant and stable stage collectively for only then will the name of the Shakti Army be glorified in the world.

Slogan

225Slōgan  : śhrēṣhṭh purūṣhārth mē̃ thakāvaṭ ānā - yah bhī ālasya key|kī niśhānī hai .

238Slogan: To feel tiredness from making elevated effort is a sign of laziness.

239*** Om Shanti ***