शुक्रवार 1 मई 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

001-05-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 01/05/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - anēk dēhdhāriyō̃ sē prīt nikāl ēk vidēhī bāp kō yād karō tō tumhārē sab aṅg śhītal hō jāyēṅgē  »

1Essence: Sweet children, remove your love from all bodily beings and remember the one bodiless Father and all your limbs will then become cool.

Question

2Praśhna  : jō daivīkul key|kī ātmāyē̃ haĩ , unkī niśhānī kyā hōgī  ?

2Question: What are the signs of souls who belong to the deity clan?

Answer

3Uttar  : daivī kul vālī ātmāō̃ kō is purānī duniyā sē sahaj hī vairāgya hōgā .

3Answer: 1) Souls who belong to the deity clan easily have disinterest in the old world. 42) Their intellects are always in the unlimited.

42 - unkī buddhi bēhad mē̃ hōgī . 5Śhivālay mē̃ chalnē kē liē vah pāvan fool|phūl bannē kā purūṣhārth karē̃gē .

5They make effort to become pure flowers in order to go to Shivalaya.

63 - kōī āsurī chalan nahī̃ chalē̃gē .

63) They don’t have any devilish activity.

74 - apnā pōtāmēl rakhē̃gē ki kōī āsurī karma tō nahī̃ huā  ?

74) They keep their charts and check that they do not perform any devilish actions.

8Bāp kō sach sunāyēṅgē . 9Kuchh bhī chhipāyēṅgē nahī̃ .

85) They tell the Father the truth and do not hide anything.

Song

10Gīt  : na vah hamsē judā hōṅgē …

9Song: Neither will we be separated from Him nor will there be any sorrow.

Murli

11Ōm śhānti .

10Om shanti.

12Abhī yah haĩ bēhad key|kī bātē̃ .

11These are unlimited things.

13Had key|kī bātē̃ sab nikal jātī .

12All limited things are now finished.

14Duniyā mē̃ tō anēkō̃ kō yād kiyā jātā hai , anēk dēhdhāriyō̃ sāth prīt hai .

13In this world, many are remembered; there is love for many bodily beings.

15Vidēhī ēk hī hai , jiskō parampitā paramātmā śhiv kahā jātā hai .

14There is only the one bodiless One who is called the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.

16Tumhē̃ ab unkē sāth hī buddhi kā yōg jōṛnā hai .

15Your intellects now have to be connected in yoga to only Him.

17Kōī dēhdhārī kō yād nahī̃ karnā hai .

16Don’t remember any bodily beings.

18Brāhmaṇ ādi khilānā , yah sab huī kaliyug key|kī rasam-rivāj .

17To feed brahmin priests etc. is a custom and system of the iron age.

19Vahā̃ key|kī rasam-rivāj aur yahā̃ key|kī rasam-rivāj bilkul alag hai .

18The customs and systems here are completely different from there.

20Yahā̃ kōī bhī dēhdhārī kō yād nahī̃ karnā hai .

19No bodily being must now be remembered.

21Jab tak vah avasthā āyē tab tak purūṣhārth chaltā rahtā hai .

20Until you reach that stage, you must continue to make effort.

22Bāp kahtē haĩ jitnā hō sakē purānī duniyā K|kē jō hōkar gayē haĩ yā jō haĩ un sabkō bhūl jānā hai .

21The Father says: As much as possible, forget all of those who have been and gone, as well as all of those who exist now in the old world.

23Sārā din buddhi mē̃ yahī chalē , kiskō kyā samjhānā hai .

22Throughout the day, use your intellects to churn what to explain to everyone.

24Sabkō batānā hai ki ākar world K|kē past , present , future kō samjhō , jiskō kōī bhī nahī̃ jāntē .

23Tell everyone to come and understand the past, present and future of the worldwhichno one knows this.

25Past arthāt kab sē śhurū huī . 26Present ab kyā hai .

24The past means the time when it began; it began with the golden age.

27Śhurū huī hai satyug sē .

25The present means what exists now.

28Tō satyug sē lēkar abhī tak aur future kyā hōnā hai - duniyā bilkul nahī̃ jāntī .

26So, it is from the golden age until now. 27The future is what is to happen. 28No one in the world knows this at all.

29Tum bachchē jāntē hō isliē chitra ādi banātē hō .

29You children know this, which is why you make the posters etc.

30Yah hai baṛā bēhad kā nāṭak .

30This is a huge unlimited play.

31Vah jhūṭhē had K|kē nāṭak tō bahut banātē haĩ .

31They create many limited false plays.

32Story|storey banānē vālē alag hōtē haĩ aur nāṭak key|kī scene scenery banānē vālē dūsrē hōtē haĩ .

32The author of a play is different from the person who makes the scenes and scenery.

33Yah sārā rāz abhī tumhārī buddhi mē̃ hai .

33All of these secrets are now in your intellects.

34Abhī jō kuchh dēkhtē hō vah nahī̃ rahēgā . 35Vināśh hō jāyēgā .

34Nothing you can see now is to remain; it is all to be destroyed.

36Tō tumkō satyugī naī duniyā key|kī scene scenery bahut achchhī dikhlānī paṛē .

35Therefore, you have to make very beautiful scenes and scenery of the golden age to show what it’s like.

37Jaisē ajmēr mē̃ sōnī dvārikā hai , tō unmē̃ sē bhī scene scenery lēkar naī duniyā alag banākar phir dikhāō .

36In Ajmer, they have a model of the golden city of Dwaraka. 37So you can copy the scenes and scenery of that and show what the new world will be like.

38Is purānī duniyā kō āg lagnī hai , inkā bhī nakśhā tō hai nā . 39Aur yah naī duniyā emerge hō rahī hai .

38This old world has to be set on fire. 39You have a map of this world and of the new world that is to emerge.

40Aisē-aisē khyāl kar achchhī rīti banānā chāhiē .

40You should think about such things and create good pictures.

41Yah tō tum samajhtē hō . 42Is samay manuṣhyō̃ key|kī bilkul hai jaisē pattharbuddhi .

41You know that human beings have completely stone intellects at this time.

43Kitnā tum samjhātē hō phir bhī buddhi mē̃ baiṭhtā nahī̃ .

42No matter how much you explain to them, nothing sits in their intellects.

44Jaisē nāṭak vālē sundar scene scenery banātē haĩ , aisē kōī sē madad lē svarg key|kī scene scenery bahut achchhī banānī chāhiē .

43You can seek help from some theatre people who make very good scenes and scenery and you can show very good scenes of the golden age. 44Those people can give you very good ideas.

45Vō lōg idea achchhī dēgē .

45They can show you many ways to do that.

46Yukti batāyēṅgē . 47Unkō samjhākar aisā achchhā banānā chāhiē jō manuṣhya ākar samajhē̃ . 48Barōbar satyug mē̃ tō ēk hī dharm thā .

46You should explain to them and ask them to create something so good that people will come and understand that there truly was one religion in the golden age.

49Tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār haĩ jinkō dhārṇā hōtī hai .

47You children are numberwise regarding how much you imbibe.

50Dēh-abhimānī buddhi kō chhī-chhī kahā jātā hai .

48A body-conscious intellect is said to be a dirty intellect.

51Dēhī-abhimānī kō gul-gul ( fool|phūl ) kahā jātā hai .

49A soul-conscious intellect is said to be like a flower.

52Abhī tum fool|phūl bantē hō .

50You are now becoming flowers.

53Dēh-abhimānī rahnē sē kāṇṭē K|kē kāṇṭē rah jātē .

51By remaining body conscious, you remain thorns.

54Tum bachchō̃ kō tō is purānī duniyā sē vairāgya hai .

52You children have disinterest in this old world.

55Tumhārī hai bēhad key|kī buddhi , bēhad kā vairāgya .

53You have unlimited intellects and unlimited disinterest.

56Hamkō is vēśhyālay sē baṛī naphrat hai .

54We have great distaste for this brothel.

57Abhī ham śhivālay jānē kē liē fool|phūl ban rahē haĩ .

55We are now becoming flowers in order to go to Shivalaya.

58Bantē-bantē bhī agar kōī aisī kharāb chalan chaltē haĩ tō samjhā jātā hai inmē̃ abhī bhūt key|kī pravēśhtā hai .

56If one of you behaves badly whilst becoming this, it would be understood that an evil spirit has entered that one.

59Ēk hī ghar mē̃ pati hans ban rahā hai , patnī nahī̃ samajhtī hai tō difficulty hōtī hai .

57If the man of the home is becoming a swan, but his wife doesn’t understand anything, there would be some difficulty.

60Sahan karnā paṛtā hai .

58He would have to tolerate a lot.

61Samjhā jātā hai inkī takdīr mē̃ nahī̃ hai .

59It is then understood that it is not in her fortune.

62Sab tō daivīkul K|kē bannē vālē nahī̃ haĩ , jō bannē vālē hōṅgē vahī banē̃gē .

60Not everyone will belong to the deity clan. 61Those who are to belong will come here.

63Bahutō̃ key|kī kharāb chalan key|kī reports ātī hai .

62Many reports of bad behaviour come to Baba.

64Yah-yah āsurī guṇ haĩ isliē bābā rōz samjhātē haĩ , apnā pōtāmēl rāt kō dēkhō ki āj kōī bhī āsurī kām tō hamnē nahī̃ kiyā  ?

63"So-and-so has this devilish trait". 64This is why Baba tells you every day: Look at your chart each night and check that you haven’t performed any devilish actions.

65Bābā kahtē haĩ sārī āyu mē̃ jō bhūl kī hai , vah batāō .

65Baba says: Tell Baba of all the mistakes you have made in your life.

66Kōī kaṛī bhūl kartē haĩ tō phir surgeon kō batānē mē̃ lajjā ātī hai kyōṅki ijjat jāyēgī nā .

66When some of you make a very big mistake, they are too ashamed to tell the Surgeon about it because their honour would be lost.

67Na batānē sē phir nuksān hō jāē .

67By not confessing, you lose more.

68Māyā aisē thappaṛ mārtī hai jō ēkdam satyānāśh kar dētī hai .

68Maya slaps you so hard that all truth is destroyed (she completely destroys you).

69Māyā baṛī jabardast hai .

69Maya is very powerful.

705 vikārō̃ par jīt pā nahī̃ saktē tō bāp bhī kyā karē̃gē .

70What could even the Father do if you are not able to conquer the five vices?

71Bāp kahtē haĩ - maĩ merciful bhī hū̃ tō kālō̃ kā kāl bhī hū̃ .

71The Father says: I am the Merciful One and the Death of all Deaths.

72Mujhē bulātē hī haĩ patit-pāvan ākar pāvan banāō .

72You call out to Me, the Purifier, to come and purify you.

73Mērā nām tō dōnō̃ hai nā .

73Both of these names are Mine.

74Kaisē merciful hū̃ , phir kālō̃ kā kāl hū̃ , vah part abhī bajā rahā hū̃ .

74I am now playing both parts- the Merciful One and the Death of all Deaths.

75Kāṇṭō̃ kō fool|phūl banātē haĩ tō tumhārī buddhi mē̃ vah khuśhī hai .

75I am changing thorns into flowers; therefore your intellects have that happiness.

76Amarnāth bāp kahtē haĩ tum sab pārvatiyā̃ hō .

76Amarnath Father (the Lord of Immortality) says: All of you are Parvatis.

77Abhī tum māmēkam yād karō tō tum amarpurī mē̃ chalē jāyēṅgē . 78Aur tumhārē pāp nāśh hō jāyēṅgē .

77Constantly remember Me alone and you will go to the land of immortality and your sins will be absolved.

79Us yātrā karnē sē tumhārē pāp nāśh tō hōtē nahī̃ .

78Your sins are not absolved by going on those pilgrimages.

80Yah haĩ bhakti mārg key|kī yātrāyē̃ .

79Those are the pilgrimages of the path of devotion.

81Bachchō̃ sē yah praśhna bhī pūchhtē haĩ ki kharchā kaisē chaltā hai . 82Parantu aisā kōī samāchār dētē nahī̃ ki hamnē yah respond kiyā .

80Many people ask you children how all the expenses are met, but no one gives Baba any news of what response you gave.

83Itnē sab bachchē brahmā key|kī aulād brāhmaṇ haĩ tō ham hī apnē liē kharchā karē̃gē nā .

81There are so many of us Brahmins, children of Brahma; therefore we would all meet the expenses, would we not?

84Rājāī bhī śhrīmat par ham sthāpan kar rahē haĩ apnē liē .

82We are also establishing the kingdom for ourselves by following shrimat.

85Rājya bhī ham karē̃gē .

83We will then go and rule there.

86Rājyōg ham sīkhtē haĩ tō kharchā bhī ham karē̃gē .

84We are studying Raja Yoga and so we will meet the expenses.

87Śhivbābā tō avināśhī gyān ratnō̃ kā dān dētē haĩ , jissē ham rājāō̃ kā rājā bantē haĩ .

85Shiv Baba donates the imperishable jewels of knowledge through which we become kings of kings.

88Bachchē jō paṛhē̃gē vahī kharchā karē̃gē nā .

86You children who study will meet the expenses.

89Samjhānā chāhiē ham apnā kharchā kartē haĩ , ham kōī bhīkh vā donation nahī̃ lētē haĩ .

87Explain that you pay your own expenses and do not beg for anything or ask for donations.

90Parantu bachchē sirph likh dētē haĩ ki yah bhī pūchhtē haĩ isliē bābā nē kahā thā jō jō sārē din mē̃ service kartē haĩ vah śhām kō pōtāmēl batānā chāhiē .

88However, children only write that they were asked the question. 89This is why Baba has said: Look at your chart in the evening as to how much service you have done throughout the day.

91Uskī bhī pīṭh hōnī chāhiē .

90All of this should be followed up.

92Bākī ātē tō ṛhēr haĩ . 93Vah sab prajā bantī hai , ūñch pad prāpt karnē vālē bahut thōṛē haĩ .

91Most of the people who come will become subjects. 92There are very few who will claim a high status.

94Rājāyē̃ thōṛē hōtē haĩ , sāhūkār bhī thōṛē bantē haĩ .

93There are very few kings and very few wealthy people.

95Bākī garīb bahut hōtē haĩ .

94There are many who are poor.

96Yahā̃ bhī aisē haĩ tō daivī duniyā mē̃ bhī aisē hōṅgē .

95It is like that here and it is the same in the world of deities.

97Rājāī sthāpan hōtī hai , usmē̃ number-vār sab chāhiē .

96A kingdom is being established and everyone within that is needed, numberwise.

98Bāp ākar rājyōg sikhlāē ādi sanātan daivī rājdhānī key|kī sthāpanā karātē haĩ .

97The Father comes and teaches you Raja Yoga and establishes the kingdom of the original eternal deity religion.

99Daivī dharm key|kī rājdhānī thī , abhī nahī̃ hai .

98The kingdom of the deity religion did exist, but it no longer exists.

100Bāp kahtē haĩ maĩ phir sthāpanā kartā hū̃ .

99Baba says: I am once again establishing that.

101Tō kiskō samjhānē kē liē chitra bhī aisā chāhiē .

100Therefore, you need such pictures in order to explain to people.

102Bābā key|kī murlī sunē̃gē , karē̃gē .

101When you hear Baba's murli, you will do that.

103Din pratidin correction tō hōtī rahtī hai .

102Day by day, you continue to receive corrections.

104Tum apnī avasthā kō bhī dēkhtē rahō kitnā correct hōtī jātī hai .

103Also examine your own stage and see how much it is being corrected.

105Bāp ākar gandgī sē nikāltē haĩ , jitnā jō bahutō̃ kō nikālnē key|kī service karē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē .

104The Father comes and removes you from the dirt. 105The more service you do of removing others from that dirt, the higher the status you will claim.

106Tum bachchō̃ kō tō ēkdam kṣhīrkhaṇḍ hōkar rahnā chāhiē .

106You children have to live together completely like milk and sugar.

107Satyug sē bhī yahā̃ bāp tumkō ūñch banātē haĩ .

107The Father makes you even more elevated here than you will be in the golden age.

108Bāp īśhvar paṛhātē haĩ tō unkō apnī paṛhāī kā jalvā dikhānā hai tab tō bāp bhī kurbān jāyēṅgē .

108God, the Father, is teaching you. 109Therefore, you students have to show the wonder of His teachings. 110Only then will the Father sacrifice Himself to you.

109Dil mē̃ ānā chāhiē - bas , abhī tō ham bhārat kō svarg banānē kā dhandhā hī karē̃gē .

111Let it enter your hearts that you will now only do the service of making Bharat into heaven.

110Yah naukrī ādi karnā , vah tō kartē rahē̃gē .

112Of course, you do have to continue to carry on with your work etc.

111Pahlē apnī unnati kā tō karē̃ .

113However, first think about your own progress.

112Hai bahut sahaj .

114This is very easy.

113Manuṣhya sab kuchh kar saktē haĩ .

115Human beings can do anything.

114Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē rājāī pad pānā hai isliē rōz apnā pōtāmēl nikālō .

116Whilst living at home with your families, you have to claim a royal status. 117Therefore, write up your chart daily.

115Sārē din kā fāydā aur nuksān nikālō .

118Examine your profit and loss for the whole day.

116Pōtāmēl nahī̃ nikāltē tō sudharnā baṛā muśhkil hai .

119If you don’t write your chart, it's difficult for you to reform yourself.

117Bāp kā kahnā māntē nahī̃ haĩ .

120You don’t even listen to the Father.

118Rōz dēkhnā chāhiē - kiskō hamnē duḥkh tō nahī̃ diyā  ?

121Check every day to see whether you caused anyone sorrow.

119Pad bahut ūñchā hai , athāh kamāī hai .

122The status you claim is very high and the income is huge.

120Nahī̃ tō phir rōnā paṛēgā .

123Otherwise, you will have to cry.

121Race hōtī hai nā .

124This is a race.

122Kōī tō lākhō̃ rūpayā kamā lētē haĩ , kōī tō kaṅgāl K|kē kaṅgāl rah jātē haĩ .

125Some earn hundreds of thousands of rupees whereas others become impoverished.

123Abhī tumhārī hai īśhvarīy race , ismē̃ kōī dauṛī ādi nahī̃ lagānī hai sirph buddhi sē pyārē bābā kō yād karnā hai .

126This is your Godly race. 127It's not that you have to run physically. 128Simply remember beloved Baba with your intellect.

124Kuchh bhī bhūl hō tō jhaṭ sunānā chāhiē .

129If you make a mistake, immediately tell Baba about it.

125Bābā hamsē yah bhūl huī .

130"Baba, I made this mistake.

126Karmēndriyō̃ sē yah bhūl key|kī .

131I made this mistake with my physical organs.

127Bāp kahtē haĩ wrong right tō sōchnē key|kī buddhi milī hai tō ab wrong kām nahī̃ karnā hai .

132The Father says: You have been given an intellect with which to discriminate between right and wrong. 133Therefore, don't do anything wrong.

128Wrong kām kar diyā - tō bābā tōbā̃-tōbā̃ , kṣhamā karnā kyōṅki bāp abhī yahā̃ baiṭhē haĩ sunnē kē liē .

134If, in fact, you do something wrong, you must repent and ask the Father for forgiveness. 135He is sitting here to listen to you.

129Jō bhī burā kām hō jāē tō phauran batāō vā likhō - bābā yah burā kām huā tō tumhārā ādhā māph hō jāyēgā .

136Whatever wrong actions you perform, immediately tell Baba or write to Baba about it. 137“Baba, I performed this wrong action.” 138Then, half will be forgiven.

130Aisē nahī̃ ki maĩ kr̥ipā karū̃gā .

139It isn’t that I (Baba) will have mercy on you.

131Kṣhamā vā kr̥ipā pāī kī bhī nahī̃ hōgī .

140Not a penny's worth of forgiveness or mercy is shown.

132Sabkō apnē kō sudhārnā hai .

141Each one of you has to reform yourself.

133Bāp kī yād sē vikarma vināśh hōṅgē .

142Your sins will be absolved by having remembrance of the Father.

134Past kā bhī yōgbal sē kaṭtā jāyēgā .

143Everything of the past has to be cut away with the power of yoga.

135Bāp kā bankar phir bāp key|kī nindā nahī̃ karāō .

144After belonging to the Father, do not have Him defamed.

136Satgurū K|kē nindak ṭhaur na pāyē̃ .

145Those who defame the Satguru cannot claim a status.

137Ṭhaur tumkō miltī hai - bahut ūñchī .

146You receive a very high status.

138Dūsrē gurūō̃ kē pās kōī rājāī key|kī ṭhaur thōṛēhī hai .

147No one receives a royal status from other gurus. 148Here, you have an aim and objective.

139Yahā̃ tumhārī aim object hai .

149There is no aim or objective on the path of devotion.

140Bhakti mārg mē̃ kōī aim object hōtī nahī̃ .

150Even if there is, that would only be for a temporary period.

141Agar hōtī bhī hai tō alpkāl kē liē . 142Kahā̃ 21 janm kā sukh , kahā̃ pāī paisē kā thōṛā sukh .

151There is a big difference between happiness for 21 births and a little happiness worth a few pennies.

143Aisē nahī̃ dhan sē sukh hōtā hai . 144Duḥkh bhī kitnā hōtā hai .

152It isn’t that wealth brings happiness; it also brings so much sorrow.

145Achchhā - samjhō kōī nē hospital banāī tō dūsrē janm mē̃ rōg kam hōgā .

153OK, for instance, if someone has a hospital built, he would not become so ill in his next birth.

146Aisē tō nahī̃ paṛhāī jāstī milēgī . 147Dhan bhī jāstī milēgā .

154It isn’t that he would then be able to study well or that he would receive a lot of wealth.

148Uskē liē tō phir sab kuchh karō .

155He would have to do everything appropriately for that.

149Kōī dharmaśhālā banātē haĩ tō dūsrē janm mē̃ mahal milēgā .

156When someone has a dharamshala built, he receives a mansion in his next birth.

150Aisē nahī̃ ki tandarūst rahē̃gē . 151Nahī̃ .

157It isn’t that he would also be healthy; no.

152Tō bāp kitnī bātē̃ samjhātē haĩ .

158The Father explains so many things.

153Kōī tō achchhī rīti samajhkar samjhātē , kōī tō samajhtē hī nahī̃ haĩ .

159Some of you understand everything very well and explain to others. 160Some of you don’t understand anything at all.

154Tō rōz pōtāmēl nikālō .

161Therefore, write your chart every day.

155Āj kyā pāp kiyā  ?

162What sin did I commit today?

156Is bāt mē̃ fail huā .

163I failed in this aspect today.

157Bāp rāy dēgē tō aisā kām nahī̃ karnā chāhiē .

164Baba will then advise you not to perform such actions.

158Tum jāntē hō ham tō ab svarg mē̃ jātē haĩ .

165You know that you are now going to heaven.

159Bachchō̃ kō khuśhī kā pārā nahī̃ chaṛhtā hai .

166The mercury of happiness of you children doesn’t rise that much.

160Bābā kō kitnī khuśhī hai .

167Baba has so much happiness!

161Maĩ būṛhā hū̃ , yah śharīr chhōṛkar ham prince bannē vālā hū̃ .

168I am an old man and I am going to shed this body and become a prince.

162Tum bhī paṛhtē hō tō khuśhī kā pārā chaṛhnā chāhiē .

169You too are studying. 170Therefore, your mercury of happiness should rise.

163Parantu bāp kō yād hī nahī̃ kartē haĩ .

171However, you don’t even remember the Father.

164Bāp kitnā sahaj samjhātē haĩ , vah aṅgrējī ādi paṛhnē mē̃ māthā kitnā kharāb hōtā hai .

172The Father explains everything to you so easily. 173You have to beat your head so much in order to learn English etc.

165Bahut difficulty hōtī hai .

174There is a lot of difficulty in learning that.

166Yah tō bahut sahaj hai .

175This is very easy.

167Is rūhānī paṛhāī sē tum śhītal ban jātē hō .

176You become cool and calm through this spiritual study.

168Ismē̃ tō sirph bāp kō yād kartē rahō tō ēkdam śhītal aṅg hō jāyēṅgē .

177Here, simply continue to remember the Father and your limbs will become cool.

169Śharīr tō tumkō hai nā .

178Each of you has a body, do you not?

170Śhivbābā kō tō śharīr nahī̃ hai .

179Shiv Baba doesn’t have a body.

171Aṅg haĩ śhrīkr̥iṣhṇa kō .

180It is Shri Krishna who has physical organs.

172Unkē aṅg tō śhītal haĩ hī isliē unkā nām rakh diyā hai .

181His limbs are cool anyway. 182That was why his name has been mentioned.

173Ab unkā saṅg kaisē hō .

183How can you keep his company?

174Vah tō hōtā hī hai satyug mē̃ .

184He exists in the golden age.

175Uskē bhī aisē śhītal aṅg kisnē banāyē  ?

185Who made his limbs so cool?

176Yah tum abhī samajhtē hō .

186You now understand this.

177Tō ab tum bachchō̃ kō bhī itnī dhārṇā karnī chāhiē .

187Therefore, children, you must imbibe all of this.

178Laṛnā jhagaṛnā bilkul nahī̃ hai .

188You mustn’t fight or quarrel at all.

179Sach bōlnā hai .

189Speak the truth!

180Jhūṭh bōlnē sē satyānāśh hō jātī hai .

190When lies are told, everything is finished.

181Bāp tum bachchō̃ kō all-round sab bātē̃ samjhātē haĩ .

191The Father explains everything to you children.

182Chitra bhī achchhē-achchhē banāō jō phir sabkē pās|pass jāyē̃ .

192Make very good posters which can then be sent to everyone.

183Achchhī chīz dēkhkar kahē̃gē chalkar dēkhō .

193When people see how good they are, they will feel like coming to see more.

184Samjhānē vālā bhī hōśhiyār chāhiē .

194Those who explain have to be very clever.

185Service karnā bhī sīkhnā hai .

195You have to learn how to do service.

186Achchhī brāhmaṇiyā̃ bhī chāhiē jō āp samān banāyē̃ .

196Very good teachers who can make others become like themselves are also needed.

187Jō āp samān manager banātī haĩ unhē̃ achchhī brāhmaṇī kahē̃gē . 188Vah pad bhī ūñch pāyēṅgī .

197Those who make others into managers like themselves are called good teachers; they will receive a high status.

189Baby buddhi bhī na hō , nahī̃ tō uṭhākar lē jāyēṅgē .

198You shouldn’t have a baby intellect. 199Otherwise, someone will carry you off.

190Rāvaṇ sampradāy haĩ nā .

200This is Ravan's community.

191Aisī brāhmaṇī taiyār karō jō pīchhē centre sambhāl sakē .

201Prepare such teachers who can look after a centre.

192Achchhā  !

202Achcha.

193Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

203To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

194Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

204The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

195Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

205Essence for dharna:

1961 ) bāp kō apnī paṛhāī kā jalvā dikhlānā hai .

206 1. Show the Father the wonder of His teachings.

197Bhārat kō svarg banānē K|kē dhandhē mē̃ lag jānā hai .

207Remain occupied in the business of making Bharat into heaven.

198Pahlē apnī unnati kā khyāl karnā hai .

208First think about your own progress.

199Kṣhīrkhaṇḍ hōkar rahnā hai .

209Live together like milk and sugar.

2002 ) kōī bhūl hō tō bāp sē kṣhamā lēkar svayã hī svayã kō sudhārnā hai .

210 2. If you make a mistake, ask the Father for forgiveness and reform yourself.

201Bāp kr̥ipā nahī̃ kartē , bāp kī yād sē vikarma kāṭnē haĩ , nindā karānē vālā kōī karma nahī̃ karnā hai .

211The Father does not have mercy in this. 212Cut away your sins by having remembrance of the Father. 213Do not act in any way that would cause defamation.

Blessing

202Vardān  : apnī powerful stage dvārā sarv key|kī śhubh kāmnāō̃ kō pūrṇ karnē vālē mahādānī bhav

214Blessing: May you be a great donor who fulfils everyone’s pure wishes with your powerful stage.

203Pīchhē ānē vālī ātmāyē̃ thōṛē mē̃ hī rāzī hōṅgī , kyōṅki unkā part hī kaṇā-dānā lēnē kā hai .

215 Souls who come at the end will be happy with just a little because it is in their parts to take just a little.

204Tō aisī ātmāō̃ kō unkī bhāvnā kā phal prāpt hō , kōī bhī vañchit na rahē , iskē liē abhī sē apnē mē̃ sarv śhaktiyā̃ jamā karō .

216So, let those souls receive the fruit of their bhavna (devotion), let no one be deprived; so, for this, now fill yourself with all powers.

205Jab āp apnī sampūrṇ powerful , mahādānī stage par sthit hōṅgē tō kisī bhī ātmā kō apnē sahyōg sē , mahādān dēnē K|kē kartavya K|kē ādhār sē , śhubh bhāvnā kā switch on kartē hī nazar sē nihāl kar dēgē .

217When you become stable in your complete and powerful stage of a great donor, then, with your co-operation and duty of making a great donation, you will be able to take them beyond with a glance as soon as you put on the switch of good wishes.

Slogan

206Slōgan  : sadā īśhvarīy maryādāō̃ par chaltē rahō tō maryādā purūṣhōttam ban jāyēṅgē .

218Slogan: Constantly continue to follow God’s code of conduct and you will become a most elevated being who follows the highest code of conduct.

219*** Om Shanti ***