शुक्रवार 8 मई 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
008-05-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 08/05/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bābā āyā hai tum bachchō̃ kō avināśhī kamāī karānē , abhī tum gyān ratnō̃ key|kī jitnī kamāī karnē chāhō kar saktē hō »
1Essence: Sweet children, Baba has come to enable you to earn an imperishable income. 2You can now earn as many imperishable jewels of knowledge as you want.
Question
2Praśhna : āsurī saṅskārō̃ kō badalkar daivī saṅskār banānē kē liē kaun-sā viśhēṣh purūṣhārth chāhiē ?
3Question: What special effort is required to change devilish sanskars into divine sanskars?
Answer
3Uttar : saṅskārō̃ kō badalnē kē liē jitnā hō sakē dēhī-abhimānī rahnē kā abhyās karō .
4Answer: In order to change your sanskars, practise remaining soul conscious as much as possible. 5Devilish sanskars are created by your coming into body consciousness.
4Dēh-abhimān mē̃ ānē sē hī āsurī saṅskār bantē haĩ . 5Bāp āsurī saṅskārō̃ kō daivī saṅskār banānē kē liē āyē haĩ , purūṣhārth karō pahlē maĩ dēhī ātmā hū̃ , pīchhē yah śharīr hai .
6The Father has come to change your devilish sanskars into divine sanskars. 7Make this effort: First, I am a soul, and then there is this body.
Song
6Gīt : tūnē rāt ganvāī sō K|kē …
8Song: You wasted the night in sleeping and the day in eating.
Murli
7Ōm śhānti .
9Om shanti.
8Yah gīt tō bachchō̃ nē bahut bār sunē haĩ .
10You children have heard this song many times.
9Rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp sāvadhānī dētē rahtē haĩ ki yah samay khōnē kā nahī̃ hai .
11The spiritual Father continues to warn you spiritual children not to let this time slip by.
10Yah samay bahut bhārī kamāī karnē kā hai .
12This is the time for earning a huge income.
11Kamāī karānē kē liē hī bāp āyā huā hai .
13The Father has come to enable you to earn an income.
12Kamāī bhī athāh hai , jiskō jitnī kamāī karnī hō utnī kar saktē haĩ .
14There is a great deal of income to be earned and you can earn as much as you want.
13Yah hai avināśhī gyān ratnō̃ sē jhōlī bharnē key|kī kamāī .
15This income is that of filling your aprons with the imperishable jewels of knowledge.
14Yah hai bhaviṣhya kē liē .
16This income is for the future.
15Vah hai bhakti , yah hai gyān .
17That is the path of devotion and this is knowledge.
16Manuṣhya yah nahī̃ jāntē haĩ ki bhakti tab śhurū hōtī hai jab rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai . 17Phir gyān tab śhurū hōtā hai jab bāp ākar rāmrājya sthāpan kartē haĩ .
18People do not know that devotion begins when the kingdom of Ravan begins or that knowledge begins when the Father comes to establish the kingdom of Rama.
18Gyān hai hī naī duniyā kē liē , bhakti hai purānī duniyā kē liē .
19Knowledge is for the new world, whereas devotion is for the old world.
19Ab bāp kahtē haĩ pahlē tō apnē kō dēhī ( ātmā ) samajhnā hai .
20The Father says: Now, first of all, consider yourselves to be bodiless (a soul).
20Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai - ham pahlē ātmā haĩ , pīchhē śharīr haĩ .
21It is in the intellects of you children that you are first souls and then bodies.
21Parantu drama plan anusār manuṣhya sab wrong hō gayē haĩ isliē ulṭā samajh liyā hai ki pahlē ham dēh haĩ phir dēhī haĩ .
22However, according to the drama plan, people misunderstand this and think the opposite, that they are first bodies and then souls.
22Bāp kahtē haĩ yah tō vināśhī hai . 23Iskō tum lētē aur chhōṛtē hō .
23The Father says: Those are perishable; you discard one and take another.
24Saṅskār ātmā mē̃ rahtē haĩ .
24Sanskars are in the souls.
25Dēh-abhimān mē̃ ānē sē saṅskār āsurī ban jātē haĩ .
25By becoming body conscious your sanskars become devilish.
26Phir āsurī saṅskārō̃ kō daivī banānē kē liē bāp kō ānā paṛtā hai .
26Then the Father has to come in order to change your devilish sanskars into divine ones.
27Yah sārī rachnā us ēk rachtā bāp key|kī hī hai .
27This entire creation is that of the one Father, the Creator.
28Unkō sab father kahtē haĩ . 29Jaisē laukik bāp kō bhī father hī kahā jātā hai .
28Everyone calls Him “Father”, just as a physical father is called father.
30Bābā aur mama yah dōnō̃ akṣhar bahut mīṭhē haĩ .
29Both the words “Baba” and “Mama” are very sweet.
31Rachtā tō bāp kō hī kahē̃gē .
30Only a father is called a creator.
32Vah pahlē mā̃ kō adopt kartē haĩ phir rachnā rachtē haĩ .
31First of all, he adopts a wife and then creates a creation.
33Bēhad kā bāp bhī kahtē haĩ ki maĩ ākar inmē̃ pravēśh kartā hū̃ , inkā nām bālā hai .
32The unlimited Father says: I come and enter this one. 33His name is glorified.
34Kahtē bhī haĩ bhāgīrath .
34He is called "The Lucky Chariot".
35Manuṣhya kā hī chitra dikhātē haĩ . 36Kōī bail ādi nahī̃ hai .
35They show an image of a human being, not a bull etc.
37Bhāgīrath manuṣhya kā tan hai .
36The Lucky Chariot is a human body.
38Bāp hī ākar bachchō̃ kō apnā parichay dētē haĩ .
37Only the Father comes and gives you children His own introduction.
39Tum hamēśhā kahō ham bāpdādā kē pās jātē haĩ .
38You should always say that you are going to BapDada.
40Sirph bāp kahē̃gē tō vah nirākār hō jātā .
39If you simply say “the Father”, it would then just be the incorporeal One.
41Nirākār bāp kē pās tō tab jā saktē jab śharīr chhōṛē , aisē tō kōī bhī jā nahī̃ saktē .
40You can only go to the incorporeal Father when you leave your body. 41No one can go there just like that.
42Yah knowledge bāp hī dētē haĩ .
42Only the Father gives you this knowledge.
43Yah knowledge hai bhī bāp kē pās .
43Only the Father has this knowledge.
44Avināśhī gyān ratnō̃ kā khajānā hai .
44This is the treasure store of the imperishable Jewels of Knowledge.
45Bāp hai gyān ratnō̃ kā sāgar .
45The Father is the Ocean of the Jewels of Knowledge.
46Pānī key|kī bāt nahī̃ .
46It is not a question of water.
47Gyān ratnō̃ kā bhaṇḍārā hai .
47It is the treasure store of the jewels of knowledge.
48Unmē̃ knowledge hai .
48He has knowledge.
49Knowledge pānī kō nahī̃ kahā jātā .
49Water cannot be called knowledge.
50Jaisē manuṣhya kō bairisṭarī , ḍôkṭarī ādi key|kī knowledge hōtī hai , yah bhī knowledge hai .
50Just as human beings have the knowledge of medicine and of law, in the same way, this too is knowledge.
51Is knowledge kē liē hī r̥iṣhi-muni ādi sab kahtē thē ki rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant key|kī knowledge ham nahī̃ jāntē .
51It is about this knowledge of the Creator and of the beginning, middle and end of creation that the rishis and munis say that they do not have knowledge.
52Vah tō ēk rachtā hī jānē .
52Only the one Creator can have this knowledge.
53Jhāṛ kā bījrūp bhī vahī hai .
53He is also the Seed of the tree.
54Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā knowledge usmē̃ haĩ .
54He has the knowledge of the beginning, middle and end of the world.
55Vah jab āyē tab sunāyē .
55Only when He comes can He speak this knowledge.
56Abhī tumkō knowledge milī hai tō tum is knowledge sē dēvtā bantē hō .
56You have now received this knowledge, and so you become deities through this knowledge.
57Knowledge pākar phir prālabdh pātē hō .
57First you receive knowledge and then you claim the reward.
58Vahā̃ phir is knowledge key|kī darkār nahī̃ rahēgī .
58At that time, there is no need for this knowledge.
59Aisē nahī̃ ki dēvtāō̃ mē̃ yah gyān nahī̃ hai tō agyānī haĩ .
59It is not that, because the deities do not have this knowledge, that they are ignorant.
60Nahī̃ , vah tō is knowledge sē pad prāpt kar lētē haĩ .
60No, they attained their status by studying this knowledge.
61Bāp kō pukārtē hī haĩ ki bābā āō , ham patit sē pāvan kaisē banē̃ , uskē liē rāstā athavā knowledge batāō kyōṅki jāntē nahī̃ .
61Because people don’t have this knowledge, they call out to the Father: Baba, come and show us the path, that is, give us knowledge about how we can change from impure to pure.
62Abhī tum jāntē hō ham ātmāyē̃ śhāntidhām sē āī haĩ .
62You souls now know that you came from the land of peace.
63Vahā̃ ātmāyē̃ śhānt mē̃ rahtī haĩ .
63Souls reside there in silence.
64Yahā̃ āyē haĩ part bajānē .
64You came here to play your parts.
65Yah purānī duniyā hai , tō jarūr naī duniyā thī .
65This is the old world, and so the new world must surely have existed.
66Vah kab thī , kaun rājya kartē thē - yah kōī nahī̃ jāntē .
66No one knows when it existed or who used to rule there.
67Tumnē abhī bāp dvārā jānā hai .
67You have now come to know this from the Father.
68Bāp hai hī gyān kā sāgar , sadgati dātā .
68The Father is the Ocean of Knowledge, the Bestower of Salvation.
69Unkō hī pukārtē haĩ ki bābā ākar hamārē duḥkh harō , sukh-śhānti dō .
69People call out to Him: Baba, come and remove our sorrow and grant us peace and happiness.
70Ātmā jāntī hai parantu tamōpradhān hō gaī hai isliē phir sē bāp ākar parichay dē rahē haĩ .
70Souls knew this but they became tamopradhan. 71This is why the Father has come once again and is giving His introduction.
71Manuṣhya na ātmā kō , na paramātmā kō jāntē haĩ .
72Human beings neither know about souls nor the Supreme Soul.
72Ātmā kō gyān hī nahī̃ jō paramātma-abhimānī banē̃ .
73Souls don’t even have the knowledge to become God conscious.
73Āgē tum bhī nahī̃ jāntē thē .
74Previously, you too did not have knowledge.
74Abhī gyān milā hai tō samajhtē haĩ barōbar sūrat manuṣhya kī thī aur sīrat bandar kī thī .
75Now that you have received knowledge, you understand that you had the faces of human beings and the character of monkeys.
75Abhī bāp nē knowledge dī hai tō ham bhī knowledgeful ban gayē haĩ .
76The Father has now given you knowledge and so you have become knowledge-full.
76Rachtā aur rachnā kā gyān milā hai .
77You have received the knowledge of the Creator and creation.
77Tum jāntē hō hamkō bhagvān paṛhātē haĩ , tō kitnā naśhā rahnā chāhiē .
78You understand that God is teaching you. 79Therefore, there should be so much intoxication.
78Bābā hai gyān kā sāgar , unmē̃ bēhad kā gyān hai .
80Baba is the Ocean of Knowledge and He has unlimited knowledge.
79Tum kiskē pās|pass bhī jāō - sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān tō kyā parantu ham ātmā kyā chīj haĩ , vah bhī nahī̃ jāntē .
81Whomever you go to, let alone the knowledge of the beginning, middle and end of the world, they do no even know what a soul is.
80Bāp kō yād bhī kartē haĩ , duḥkh hartā sukh kartā , phir bhī īśhvar sarvavyāpī kah dētē haĩ .
82They also remember the Father as the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness, yet they say that God is omnipresent!
81Bāp kahtē haĩ drama anusār unhō̃ kā bhī kōī dōṣh nahī̃ .
83The Father says: According to the drama, it’s not their fault.
82Māyā bilkul hī tuchchh buddhi banā dētī hai .
84Maya makes their intellects absolutely degraded.
83Kīṛō̃ kō phir gand mē̃ hī sukh bhāstā hai .
85Insects only feel happy in the dirt.
84Bāp ātē haĩ gand sē nikālnē .
86The Father comes to remove you from the dirt.
85Manuṣhya daldal mē̃ phansē huē haĩ .
87Human beings are trapped in the bog.
86Gyān kā patā hī nahī̃ hai tō kyā karē̃ .
88They have no knowledge and so what can they do?
87Duban mē̃ phansē paṛē haĩ phir unkō nikālnā hī muśhkil hō jātā hai .
89They are trapped in the quicksand and it is difficult to remove them.
88Nikāl kar ādhā paunā tak lē jāō phir bhī hāth chhuṛāē gir paṛtē haĩ .
90Even when you remove them half way or three quarters, they still let go of the hand and fall back in again.
89Kaī bachchē aurō̃ kō gyān dētē-dētē svayã hī māyā kā thappaṛ khā lētē haĩ kyōṅki bāp K|kē direction K|kē virūddh kārya kar lētē haĩ .
91While giving knowledge to others, some children become slapped themselves by Maya because they act against the Father’s directions.
90Dūsrō̃ kō nikālnē key|kī kōśhiśh kartē aur khud gir paṛtē haĩ phir unkō nikālnē mē̃ kitnī mēhnat hō jātī hai kyōṅki māyā sē hār jātē haĩ .
92They try to remove others from the bog and they themselves fall into it. 93It then takes a great deal of effort to remove them because they are defeated by Maya.
91Unkō apnā pāp hī andar khātā hai . 92Māyā key|kī laṛāī hai nā .
94The sins they have committed make their consciences bite them inside.
93Abhī tum yuddha K|kē maidān par hō .
95It is a battle with Maya. 96You are now on a battlefield.
94Vah haĩ bāhubal sē laṛnē vālī hiṃsak sēnāyē̃ . 95Tum hō ahiṃsak .
97Those are violent armies that fight with physical power, whereas you are the non-violent army.
96Tum rājya lētē hō ahiṃsā sē .
98You claim your kingdom through non-violence.
97Hiṅsā dō prakār key|kī hōtī hai nā .
99There are two types of violence.
98Ēk hai kām kaṭārī chalānā aur dūsrī hiṅsā hai kiskō mārnā-pīṭnā .
100One is to use the sword of lust and the other is to beat someone.
99Tum abhī double ahiṃsak bantē hō .
101You are now becoming doubly non-violent.
100Yah gyān bal key|kī laṛāī kōī nahī̃ jāntē .
102No one knows about this battle of the power of knowledge.
101Ahiṃsā kiskō kahā jātā yah kōī nahī̃ jāntē .
103No one knows what non-violence is.
102Bhakti mārg kī sāmagrī kitnī bhārī hai .
104The paraphernalia of the path of devotion is so huge.
103Gātē bhī haĩ patit-pāvan āō parantu maĩ kaisē ākar pāvan banātā hū̃ - yah kōī nahī̃ jāntē .
105People sing: O Purifier come! 106However, no one knows how I come and purify everyone.
104Gītā mē̃ hī bhūl kar dī hai jō manuṣhya kō bhagvān kah diyā hai .
107In the Gita, they have made the mistake of calling a human being God.
105Śhāstra manuṣhyō̃ nē hī banāyē haĩ . 106Manuṣhya hī paṛhtē haĩ .
108Human beings have created the scriptures and it is human beings who read them.
107Dēvtāō̃ kō tō śhāstra paṛhnē key|kī darkār nahī̃ .
109Deities do not need to read scriptures.
108Vahā̃ kōī śhāstra nahī̃ hōtē haĩ .
110There are no scriptures there.
109Gyān , bhakti pīchhē hai vairāgya .
111There is knowledge, devotion and then disinterest.
110Kiskā vairāgya ?
112Disinterest in what?
111Bhakti kā , purānī duniyā kā vairāgya hai .
113There is disinterest in devotion and the old world.
112Purānē śharīr kā vairāgya hai .
114There is disinterest in the old bodies.
113Bāp kahtē haĩ in āṅkhō̃ sē jō kuchh dēkhtē hō vah nahī̃ rahēgā .
115The Father says: Whatever you see with your eyes will not remain.
114Is sārī chhī-chhī duniyā sē vairāgya hai .
116There is disinterest in this dirty world.
115Bākī naī duniyā kā tum divya dr̥iṣhṭi sē sākṣhātkār kartē hō .
117You also have visions of the new world with divine vision.
116Tum paṛhtē hī hō naī duniyā kē liē .
118You are studying for the new world.
117Yah paṛhāī kōī is janm kē liē nahī̃ hai .
119This study is not just for this birth.
118Aur jō bhī paṛhāī haĩ , vah hōtī haĩ usī samay usī janm kē liē .
120All other studies are for that time and that particular birth.
119Ab tō hai saṅgam isliē tum jō paṛhtē hō uskī prālabdh tumkō naī duniyā mē̃ miltī hai .
121It is now the confluence age. 122You receive the reward in the new world for what you are studying now.
120Bēhad K|kē bāp sē kitnī baṛī prālabdh tumkō miltī hai !
123You receive such a huge reward from the unlimited Father.
121Bēhad K|kē bāp sē bēhad sukh key|kī prāpti hōtī hai .
124You attain unlimited happiness from the unlimited Father.
122Tō bachchō̃ kō pūrā purūṣhārth kar śhrīmat par chalnā chāhiē .
125Therefore, you children should make full effort and follow shrimat.
123Bāp hai śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh .
126The Father is the most elevated of all.
124Unsē tum śhrēṣhṭh bantē hō .
127You become elevated through Him.
125Vah tō sadaiv hai hī śhrēṣhṭh .
128He is always elevated anyway.
126Tumkō śhrēṣhṭh banātē haĩ .
129He makes you elevated.
12784 janm lētē-lētē phir tum bhraṣhṭa ban jātē hō .
130While taking 84 births, you become degraded.
128Bāp kahtē maĩ tō janm-maraṇ mē̃ nahī̃ ātā hū̃ .
131The Father says: I do not come into the cycle of birth and death.
129Maĩ abhī bhāgyaśhālī rath mē̃ hī pravēśh kartā hū̃ , jiskō tum bachchō̃ nē pahchānā hai .
132I now enter this lucky chariot. 133You children have recognised him.
130Tumhārā abhī chhōṭā jhāṛ hai .
134Your tree is now still small.
131Jhāṛ kō tūphān bhī lagtē haĩ nā . 132Pattē jhaṛtē rahtē haĩ .
135Storms also come to the tree; leaves continue to fall off.
133Ḍhēr phūl nikaltē haĩ phir tūphān lagnē sē gir paṛtē haĩ .
136Many flowers emerge. 137Then, when storms come, they fall off.
134Kōī-kōī achchhī rīti phal lag jātē haĩ phir bhī māyā K|kē tūphān sē gir paṛtē haĩ .
138Some fruits also emerge very well, but even those fall off in the storms of Maya. 139The storms of Maya are very powerful.
135Māyā kā tūphān bahut tēj hai . 136Us taraph hai bāhubal , is taraph yōgbal athavā yād kā bal .
140On that side, there is physical power, and on this side, there is the power of yoga, the power of remembrance.
137Tum yād akṣhar pakkā kar lō .
141You have to make the word “remembrance” firm.
138Vō lōg yōg-yōg akṣhar kahtē rahtē haĩ .
142Those people simply speak of “yoga”.
139Tumhārī hai yād .
143Yours is remembrance.
140Chaltē-phirtē bāp kō yād kartē hō , iskō yōg nahī̃ kahē̃gē .
144Whilst walking and moving around, continue to remember the Father. 145This is not called yoga.
141Yōg akṣhar sannyāsiyō̃ kā nāmīgrāmī hai .
146The word “yoga” is very well known by the sannyasis.
142Anēk prakār K|kē yōg sikhātē haĩ .
147They teach many different types of yoga.
143Bāp kitnā sahaj batlātē haĩ - uṭhtē-baiṭhtē , chaltē-phirtē bāp kō yād karō .
148The Father teaches you so easily: Whilst walking, sitting and moving around, continue to remember the Father.
144Tum ādhākalp K|kē āśhik hō .
149You have been lovers for half the cycle.
145Mujhē yād kartē āyē hō .
150You have been remembering Me.
146Ab maĩ āyā hū̃ .
151I have now come.
147Ātmā kō kōī bhī nahī̃ jāntē isliē bāp ākar realise karātē haĩ .
152No one understands what a soul is. 153This is why the Father comes and makes you realise this.
148Yah bhī samajhnē key|kī baṛī mahīn bātē̃ haĩ .
154This is a very subtle aspect that has to be understood.
149Ātmā ati sūkṣhma aur avināśhī hai .
155Souls are extremely subtle and imperishable.
150Na ātmā vināśh hōnē vālī hai , na unkā part vināśh hō saktā hai .
156Neither a soul nor his part can be destroyed.
151Yah bātē̃ mōṭī buddhi vālē muśhkil samajh saktē haĩ .
157It is very difficult for those with gross intellects to understand these things.
152Śhāstrō̃ mē̃ bhī yah bātē̃ nahī̃ haĩ .
158These things are not mentioned in the scriptures.
153Tum bachchō̃ kō bāp kō yād karnē key|kī bahut mēhnat karnī paṛtī hai .
159You children have to make a great deal of effort to remember the Father.
154Gyān tō bahut sahaj hai . 155Bākī vināśh kālē prīt buddhi aur viprīt buddhi yah yād kē liē kahā jātā hai .
160Knowledge is very easy, but it is said of remembrance that there are those whose intellects have no love for the Father and those whose intellects have love for the Father.
156Yād achchhī hai tō prīt buddhi kahā jātā hai . 157Prīt bhī avyabhichārī chāhiē .
161When someone’s remembrance is good, it is said that his intellect has love for the Father.
158Apnē sē pūchhnā hai - ham bābā kō kitnā yād kartē haĩ ?
162Your love has to be unadulterated. 163Ask yourself: How much do I remember the Father?
159Yah bhī samajhtē haĩ bābā sē prīt rakhtē-rakhtē jab karmātīt avasthā hōgī tab yah śharīr chhūṭēgā aur laṛāī lagēgī .
164You also understand that by continuing to have love for the Father, you will all reach your karmateet stage and discard your bodies. 165Then the war will begin.
160Jitnā bāp sē prīt hōgī tō tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .
166The more you love the Father, the more satopradhan from tamopradhan you will become.
161Imtahān tō ēk hī samay hōgā nā .
167The examination will only take place once.
162Jab pūrā samay ātā hai , sabkī prīt buddhi hō jātī hai , us samay phir vināśh hōtā hai .
168When time comes to an end and all your intellects have love for the Father, destruction will take place.
163Tab tak jhagaṛē|jhagṛē ādi lagtē rahtē haĩ .
169Until then, wars etc. will continue to take place.
164Vilāyat vālē bhī samajhtē haĩ abhī maut sāmnē hai , kōī prērak hai , jō hamsē bombs banvātē haĩ .
170People from abroad think that death is in front of them and that someone is inspiring them to make bombs.
165Parantu kar kyā saktē haĩ .
171However, what else can they do?
166Drama key|kī nūndh hai nā .
172It is fixed in the drama.
167Apnī hī science bal sē apnē kul kā maut lātē haĩ .
173They bring death to their own clan with the power of their own science.
168Bachchē kahtē haĩ pāvan duniyā mē̃ lē jāō , tō śharīrō̃ kō thōṛēhī lē jāyēṅgē .
174You children say: Take us to the pure world. 175However, Baba would not take your bodies.
169Bāp kālō̃ kā kāl hai nā .
176The Father is the Death of all Deaths.
170Yah bātē̃ kōī nahī̃ jāntē .
177No one else knows these things.
171Gāyā huā hai mirūā maut malūkā śhikār .
178It has been remembered: "Death for the prey and happiness for the hunter".
172Vah kahtē vināśh band hō jāē , śhānti hō jāē .
179They say that destruction should stop and that there should be peace.
173Arē , vināśh bigar sukh-śhānti kaisē sthāpan hōgī isliē chakra par jarūr samjhāō .
180However, how could peace and happiness be established without destruction taking place?
174Abhī svarg K|kē gate|get khul rahē haĩ .
181This is why you must definitely explain the cycle.
175Bābā nē kahā hai is par bhī ēk pustak chhapāō - gate way two|to|too śhāntidhām-sukhadhām .
182The gates to heaven are now opening. 183Baba has said: Print a book on this: Gateway to the land of peace and the land of happiness.
176Inkā arth|earth bhī nahī̃ samajhē̃gē .
184No one understands the meaning of this.
177Hai bahut sahaj , parantu kōṭō̃ mē̃ kōī muśhkil samajhtē haĩ .
185It is so easy, but scarcely a handful out of millions understand.
178Tumkō pradarśhanī ādi mē̃ kabhī dilśhikasta nahī̃ hōnā chāhiē .
186You must not become disheartened at the exhibitions etc.
179Prajā tō bantī hai nā .
187Subjects too are created.
180Mañjil baṛī hai , mēhnat lagtī hai .
188The destination is high and it does take effort.
181Mēhnat hai yād kī .
189Effort is needed for remembrance.
182Usmē̃ bahut fail hōtē haĩ .
190Many fail in this.
183Yād bhī avyabhichārī chāhiē .
191Your remembrance needs to be unadulterated.
184Māyā ghaṛī-ghaṛī bhulā dētī hai .
192Maya makes you forget again and again.
185Mēhnat bigar thōṛēhī kōī viśhva K|kē mālik ban saktē haĩ .
193No one can become a master of the world without making effort.
186Pūrā purūṣhārth karnā chāhiē - ham sukhdhām K|kē mālik thē .
194Full effort has to be made. 195We were the masters of the land of happiness.
187Anēk bār chakra lagāyā hai .
196We have been around the cycle many times.
188Ab bāp kō yād karnā hai .
197We now have to remember the Father.
189Māyā bahut vighna ḍāltī hai .
198Maya creates many obstacles.
190Bābā kē pās service K|kē bhī samāchār ātē haĩ . 191Āj vidvat maṇḍlī kō samjhāyā , āj yah kiyā . . . . drama anusār mātāō̃ kā nām bālā hōnā hai .
199Baba also receives service news of how, today, you explained to an organisation called the Vidhyut Mandali, that today you did this...... 200Now, according to the drama, the mothers are to be glorified.
192Tum bachchō̃ kō yah khyāl rakhnā hai , mātāō̃ kō āgē karnā hai .
201You children have to be concerned to keep the mothers in front.
193Yah hai chaitanya dilvālā mandir .
202This is the living Dilwala Temple.
194Tum chaitanya mē̃ ban jāyēṅgē phir tum rājya kartē rahē̃gē .
203You will become the living forms and you will then continue to rule there.
195Bhakti mārg K|kē mandir ādi rahē̃gē nahī̃ .
204Those temples of the path of devotion will not remain.
196Achchhā !
205Achcha.
197Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
206To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
198Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
207The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
199Dhārṇā kē liē mukhya sār :
208Essence for dharna:
2001 ) ēk bāp sē avyabhichārī prīt rakhtē-rakhtē karmātīt avasthā kō pānā hai .
209 1. You have to reach your karmateet stage by having unadulterated love for the one Father.
201Is purānī dēh aur purānī duniyā sē bēhad kā vairāgya hō .
210Have unlimited disinterest in this old world and old bodies.
2022 ) kōī bhī kartavya bāp K|kē direction K|kē virūddh nahī̃ karnā hai . 203Yuddha K|kē maidān mē̃ kabhī bhī hār nahī̃ khānī hai .
211 2. Never act against the Father's directionsnor be defeated on the battlefield.
204Double ahiṃsak bannā hai .
212Become doubly non-violent.
Blessing
205Vardān : apnī rūhānī lāiṭas dvārā vāyumaṇḍal kō parivartan karnē key|kī sēvā karnē vālē sahaj saphaltāmūrt bhav
213Blessing: May you do the service of transforming the atmosphere with your spiritual lightsand easily become an embodiment of success.
206Jaisē sākār sr̥iṣhṭi mē̃ jis raṅg key|kī light jalātē hō vahī vātāvaraṇ hō jātā hai .
214 In the physical world, whichever colour lighting you use, accordingly the atmosphere becomes like that.
207Agar harī light hōtī hai tō chārō̃ ōr vahī prakāśh chhā jātā hai .
215If it is green lighting, then there is green light everywhere.
208Lāl light jalātē hō tō yād kā vāyumaṇḍal ban jātā hai .
216When you use the red lighting, it creates an atmosphere of remembrance.
209Jab sthūl light vāyumaṇḍal kō parivartan kar dētī hai tō āp light house bhī pavitratā key|kī light va sukh key|kī light sē vāyumaṇḍal parivartan karnē key|kī sēvā karō tō saphaltāmūrt ban jāyēṅgē .
217Since physical lights are able to transform the atmosphere, then you as a lighthouse, with your lights of purity and happiness, can do the service of transforming the atmosphere and thereby become an embodiment of success.
210Sthūl light āṅkhō̃ sē dēkhtē haĩ , rūhānī light anubhav sē jānē̃gē .
218Physical lights are seen with the eyes, whereas spiritual lights will be known with experience.
Slogan
211Slōgan : vyarth bātō̃ mē̃ samay aur saṅkalp ganvānā - yah bhī apavitratā hai .
219Slogan: To waste your time and thoughts in wasteful matters is impurity.
220*** Om Shanti ***