रविवार 17 मई 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
017-05-20 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 13-01-86 madhuban
0 17/05/20 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 13/01/86
1Brāhmaṇ jīvan - sadā bēhad key|kī khuśhiyō̃ kā jīvan
1Brahmin life, a life of constant, unlimited happiness.
2Āj bāpdādā apnē hōlī|holy aur happy hansō key|kī sabhā dēkh rahē haĩ .
2Today, BapDada is looking at the gathering of His holy and happy swans.
3Sabhī hōlī|holy kē sāth happy bhī sadā rahtē haĩ ?
3Do all of you always remain happy as well as holy?
4Hōlī|holy arthāt pavitratā key|kī pratyakṣha niśhānī - happy arthāt khuśhī sadā pratyakṣha rūp mē̃ dikhāī dēgī .
4Holy means the visible form of purity and is constantly revealed in the form of happiness.
5Agar khuśhī nahī̃ tō avaśhya kōī apavitratā arthāt saṅkalp vā karma yathārth nahī̃ hai tab khuśhī nahī̃ hai .
5If there isn’t happiness, there is definitely some impurity, that is, some thoughts or deeds are not correct and this is why there isn’t happiness.
6Apavitratā sirph 5 vikārō̃ kō nahī̃ kahā jātā .
6Impurity does not just mean the five vices.
7Lēkin sampūrṇ ātmāō̃ kē liē , dēvātmā bannē vālō̃ kē liē ayathārtha , vyarth , sādhāraṇ saṅkalp , bōl vā karma bhī sampūrṇ pavitratā nahī kahā jāyēgā .
7For perfect souls, for those who are to become deity souls, to have incorrect, wasteful or ordinary thoughts, words and actions is not complete purity. 8You are coming close to your perfect stage.
8Sampūrṇ stage K|kē samīp pahuñch rahē hō isliē vartamān samay K|kē pramāṇ vyarth aur sādhāraṇ karma na hō̃ ismē̃ bhī checking aur change chāhiē . 9Jitnā samarth aur śhrēṣhṭh saṅkalp , bōl aur karma hōgā , utnā sadā khuśhī key|kī jhalak , khuśhnasībī key|kī phalak anubhav hōgī aur anubhav karāyēgī .
9Therefore, according to the present time, let there be no wasteful or ordinary actions. 10There has to be checking and changing in this too. 11The more powerful and elevated your thoughts, words and actions are, the more you will experience the sparkle of happiness and the intoxication of being fortunate - and also give that experience to others.
10Bāpdādā sabhī bachchō̃ key|kī yah dōnō̃ bātē̃ check kar rahē thē ki pavitratā kahā̃ tak dhāraṇ kī hai ! 11Vyarth aur sādhāraṇtā abhī bhī kahā̃ tak hai ?
12BapDada was checking these two things in all the children: to what extent have you imbibed purity; to what extent is there still anything wasteful or ordinary?
12Aur rūhānī khuśhī , avināśhī khuśhī āntarik khuśhī kahā̃ tak rahtī hai !
13And, to what extent do you have spiritual happiness, imperishable happiness and inner happiness?
13Sabhī brāhmaṇ bachchō̃ kā brāhmaṇ jīvan dhāraṇ karnē kā lakṣhya hī hai sadā khuśh rahnā .
14The aim of all the Brahmin children who adopt this Brahmin life is to remain constantly happy.
14Khuśhī key|kī jīvan vyatīt karnē kē liē hī brāhmaṇ banē hō na ki purūṣhārth key|kī mēhnat vā kisī na kisī uljhan mē̃ rahnē kē liē brāhmaṇ banē hō .
15You have become Brahmins in order to lead a life of happiness. 16You have not become Brahmins to make effort laboriously or always to be experiencing one form of upheaval or another.
15Rūhānī āntarik khuśhī vā atīndriya sukh jō sārē kalp mē̃ nahī̃ prāpt hō saktā hai vah prāpt karnē kē liē brāhmaṇ banē hō .
17You have become Brahmins in order to attain spiritual, inner happiness and supersensuous joy which cannot be attained throughout the rest of the whole cycle.
16Lēkin check karō ki khuśhī kisī sādhan K|kē ādhār par , kisī had key|kī prāpti K|kē ādhār par , vā thōṛē samay key|kī saphaltā K|kē ādhār par , mānyatā vā nāmāchār K|kē ādhār par , man K|kē had key|kī ichchhāō̃ K|kē ādhār par vā yahī achchhā lagtā hai - chāhē vyakti , chāhē sthān vā vaibhav , aisē man pasandī K|kē pramāṇ khuśhī key|kī prāpti kā ādhār tō nahī̃ hai ?
18However, you have to check that your happiness is not based on any facilities, limited attainment, temporary success, respect or glory, or limited desires of the mind you have received, or because you like a particular person, place or possession. 19Check that your happiness is not based on your personal likings.
17In ādhārō̃ sē khuśhī key|kī prāpti - yah kōī vāstavik khuśhī nahī̃ hai . 18Avināśhī khuśhī nahī̃ hai .
20The happiness based on those things is not real happiness; it is not imperishable happiness.
19Ādhār hilā tō khuśhī bhī hil jātī .
21If the support shakes, your happiness also shakes.
20Aisī khuśhī prāpt karnē kē liē brāhmaṇ nahī̃ banē hō .
22You have not become Brahmins to attain that sort of happiness.
21Alpkāl key|kī prāpti dvārā khuśhī yah tō duniyā vālō̃ kē pās bhī hai .
23Even people of the world have happiness based on temporary attainments.
22Unhō̃ kā bhī slōgan hai khāō piyō mauj karō .
24Their slogan is also: Eat, drink and be merry!
23Lēkin vah alpkāl kā ādhār samāpt huā tō khuśhī bhī samāpt hō jātī .
25However, when that temporary support ends, their happiness also ends.
24Aisē hī brāhmaṇ jīvan mē̃ bhī in ādhārō̃ sē khuśhī key|kī prāpti huī tō bākī antar kyā huā ?
26In Brahmin life too, if you experience happiness based on those supports, then what is the difference?
25Khuśhiyō̃ K|kē sāgar K|kē bachchē banē hō tō her|har saṅkalp mē̃ , her|har second khuśhī key|kī laharō̃ mē̃ laharānē vālē hō .
27You have become the children of the Ocean of Happiness and you are therefore those who flow with the waves of happiness in every thought and at every second.
26Sadā khuśhiyō̃ K|kē bhaṇḍār hō !
28You are constant treasures of happiness.
27Iskō kahā jātā hai hōlī|holy aur happy hans .
29This is called being a holy and happy swan.
28Bāpdādā dēkh rahē thē ki jō lakṣhya hai binā kōī had K|kē ādhār K|kē sadā āntarik khuśhī mē̃ rahnē kā , us lakṣhya sē badal aur had key|kī prāptiyō̃ key|kī chhōṭī-chhōṭī galiyō̃ mē̃ phans jānē kāraṇ kaī bachchē lakṣhya arthāt mañjil sē dūr hō jātē haĩ .
30BapDada was seeing that your aim is to have constant inner happiness without any limited support. 31However, some children move away from their aim and instead become trapped in the small side streets of limited attainments. 32In this way they become distant from their aim, that is, from their destination.
29High vē|way kō chhōṛkar galiyō̃ mē̃ phans jātē haĩ .
33They leave the highway and become trapped in the side streets.
30Apnā lakṣhya , khuśhī kō chhōṛ had key|kī prāptiyō̃ kē pīchhē lag jātē haĩ . 31Āj nām huā vā kām huā ichchhā pūrṇ huī tō khuśhī hai .
34They leave their aim of happiness and chase after limited attainments. 35If, today, their name is glorified or their work is accomplished and their desires are fulfilled, then they are happy.
32Manpasand , saṅkalp pasand prāpti huī tō bahut khuśhī hai .
36If they attain something they like or their thoughts are fulfilled, then they are very happy.
33Thōṛī bhī kamī huī tō lakṣhya vahā̃ hī rah jātā .
37If there is something lacking even slightly, they become stuck and their aim remains on one side.
34Lakṣhya had K|kē ban jātē isliē bēhad key|kī avināśhī khuśhī sē kinārā hō jātā hai .
38Their aim becomes limited and they therefore step away from unlimited, imperishable happiness.
35Tō bāpdādā bachchō̃ sē pūchhtē haĩ ki kyā brāhmaṇ isliē banē hō ?
39So, BapDada was asking: Is this why you have become Brahmins? 40Is this why you have adopted this spiritual life?
36Isliē yah rūhānī jīvan apnāī hai ?
41That is an ordinary life!
37Yah tō sādhāraṇ jīvan hai .
42That is not called an elevated life.
38Iskō śhrēṣhṭh jīvan nahī̃ kahā jātā . 39Kōī bhī karma karō , chāhē kitnī bhī baṛī sēvā kā kām hō lēkin jō sēvā āntarik khuśhī , rūhānī mauj , bēhad key|kī prāpti sē nīchē lē ātī hai arthāt had mē̃ lē ātī hai , āj mauj kal mūñjh , āj khuśhī kal vyarth uljhan mē̃ ḍāltī hai , khuśhī sē vañchit kar dētī hai , aisī sēvā kō chhōṛ dō lēkin khuśhī kō nahī̃ chhōṛō .
43No matter what work you do, no matter how big the service task is that you are carrying out, anything that brings you down from attaining inner happiness, spiritual pleasure and unlimited happiness, that is, anything that brings you into the limited that, if today there is pleasure and tomorrow there is confusion, today there is happiness and tomorrow you are put into a turmoil, if it deprives you of happiness then put aside that service but do not let go of your happiness.
40Sachchī sēvā sadā bēhad key|kī sthiti kā , bēhad key|kī khuśhī kā anubhav karātī hai .
44Real service always gives you the experience of an unlimited stage and unlimited happiness.
41Agar aisī anubhūti nahī̃ hai tō vah mix sēvā hai .
45If there isn’t this experience, then that service is mixed.
42Sachchī sēvā nahī̃ hai .
46That is not real service.
43Yah lakṣhya sadaiv rakhō ki sēvā dvārā svaunnati , sva prāpti , santuṣhṭatā aur mahāntā key|kī anubhūti huī ?
47Always keep the aim of experiencing self-progress, attainment for the self, contentment and greatness by doing service.
44Jahā̃ santuṣhṭatā key|kī mahāntā hōgī vahā̃ avināśhī prāpti key|kī anubhūti hōgī .
48Where there is the greatness of contentment, there will be the experience of imperishable attainment.
45Sēvā arthāt phūlō̃ K|kē bagīchē kō harā-bharā karnā .
49Service means to enable the flower garden to flourish.
46Sēvā arthāt phūlō̃ K|kē bagīchē kā anubhav karnā na ki kāṇṭō̃ K|kē jaṅgal mē̃ phansnā .
50Service means to experience the flower garden and not to become trapped in the jungle of thorns.
47Uljhan , aprāpti , man key|kī mūñjh , abhī abhī mauj , abhī-abhī mūñjh , yah hai kāṇṭē . 48In kāṇṭō̃ sē kinārā karnā arthāt bēhad key|kī khuśhī kā anubhav karnā hai .
51Some lack of attainment, lack of pleasure or confusion in the mind - to experience pleasure one moment and to become confused the next - these are thorns. 52To step away from these thorns means to experience unlimited happiness.
49Kuchh bhī hō jāē - had key|kī prāpti kā tyāg bhī karnā paṛē , kaī bātō̃ kō chhōṛnā bhī paṛē , bātō̃ kō chhōṛō lēkin khuśhī kō nahī̃ chhōṛō .
53No matter what happens, even if you have to renounce some limited attainment, even if you have to renounce many things, let go of those things, but do not let go of your happiness.
50Jiskē liē āyē hō us lakṣhya sē kinārē na hō jāō .
54Do not step away from the aim with which you came here.
51Yah sūkṣhma checking karō .
55Carry out this subtle checking.
52Khuśh tō haĩ lēkin alpkāl key|kī prāpti K|kē ādhār sē khuśh rahnā isī kō hī khuśhī tō nahī̃ samajhtē ?
56You are happy, but make sure that you do not consider happiness based on temporary attainments to be your happiness.
53Kahā̃ sidescene kō hī mañjil tō nahī̃ samajh rahē hō ? 54Kyōṅki sidescene bhī ākarṣhaṇ karnē vālē hōtē haĩ .
57Check that you do not consider any sidescenes to be your destination, for sidescenes can be very attractive.
55Lēkin mañjil kō pānā arthāt bēhad K|kē rājya adhikārī bannā .
58However, to reach your destination means to claim a right to the unlimited kingdom.
56Mañjil sē kinārā karnē vālē viśhva K|kē rājya adhikārī nahī̃ ban saktē .
59Those who step aside from their destination cannot claim a right to the kingdom of the world.
57Royal family mē̃ bhī nahī̃ ā saktē isliē lakṣhya kō , mañjil kō sadā smr̥iti mē̃ rakhō .
60They cannot even become part of the royal family. 61Therefore, always keep your aim and destination in your awareness.
58Apnē sē pūchhō - chaltē-chaltē kahā̃ kōī had key|kī galī mē̃ tō nahī̃ pahuñch rahē haĩ !
62Ask yourself: While moving along, I haven’t gone into any limited streets, have I?
59Alpkāl K|kē prāpti key|kī khuśhī , sadākāl key|kī khuśhnasībī sē kinārā tō nahī̃ karā rahī hai ?
63The happiness of temporary attainment is not making you step away from the fortune of eternal happiness, is it?
60Thōṛē mē̃ khuśh hōnē vālē tō nahī̃ hō ?
64You are not those who are happy with just a little, are you?
61Apnē āp kō khuśh tō nahī̃ kar rahē hō ? 62Jaisī hū̃ , vaisī hū̃ , ṭhīk hū̃ , khuśh hū̃ .
65You are not just pleasing yourself, thinking, “Whatever I am, however, I am, I am fine and I am happy”, are you?
63Avināśhī khuśhī key|kī niśhānī hai - unkō aurō̃ sē bhī sadā khuśhī key|kī duāyē̃ avaśhya prāpt hōṅgī .
66The sign of imperishable happiness is that you will definitely constantly be attaining blessings of happiness from others.
64Bāpdādā aur nimitt baṛō̃ K|kē snēh key|kī duāyē̃ andar alaukik ātmik khuśhī K|kē sāgar mē̃ laharānē kā anubhav karāyēṅgī .
67The blessings of love from BapDada and the seniors will give you the experience of internally moving along in an ocean of alokik and spiritual happiness.
65Albēlēpan mē̃ yah nahī̃ sōchnā maĩ tō ṭhīk hū̃ lēkin dūsrē mērē kō nahī̃ jāntē .
68Out of carelessness, do not think: I am fine, but others do not know me.
66Kyā sūrya key|kī rōśhnī chhip saktī hai ?
69Can the light of the sun remain hidden?
67Satyatā key|kī khuśhbū kabhī miṭ nahī̃ saktī .
70The fragrance of truth can never end. 71It cannot remain hidden.
68Chhip nahī̃ saktī isliē dhōkhā kabhī nahī̃ khānā .
72Therefore, never allow yourself to be deceived.
69Yahī pāṭh pakkā karnā .
73Make this lesson firm.
70Pahlē apnī bēhad key|kī avināśhī khuśhī phir dūsrī bātē̃ .
74First is your unlimited, imperishable happiness and next is anything else.
71Bēhad key|kī khuśhī sēvā key|kī vā sarv K|kē snēh key|kī , sarv dvārā avināśhī sammān prāpt hōnē key|kī khuśhnasībī arthāt śhrēṣhṭh bhāgya svataḥ hī anubhūti karāyēgī .
75Unlimited happiness will automatically enable you to experience the elevated fortune of service, of everyone’s love and the fortune of receiving imperishable respect from everyone.
72Jō sadā khuśh hai vah khuśhnasīb hai .
76Those who are constantly happy are fortunate.
73Binā mēhnat , binā ichchhā athavā binā kahnē K|kē sarv prāpti sahaj hōṅgī .
77They easily receive all attainments without effort, without any desires and without saying anything.
74Yah pāṭh pakkā kiyā ?
78Have you made this lesson firm?
75Bāpdādā dēkhtē haĩ āyē kisliē haĩ , jānā kahā̃ hai aur jā kahā̃ rahē haĩ ?
79BapDada is seeing why you have come, where you have to go to and where you are going.
76Had kō chhōṛ phir bhī had mē̃ hī jānā tō bēhad kā anubhav kab karē̃gē ! 77Bāpdādā kō bhī bachchō̃ par snēh hōtā hai .
80If you have renounced the limited but are still going into the limited, then when will you experience the unlimited? 81BapDada has love for you children.
78Rahm tō nahī̃ kahē̃gē kyōṅki bhikhārī thōṛēhī hō .
82You would not call it mercy because you are not beggars.
79Dātā , vidhātā K|kē bachchē hō , duḥkhiyō̃ par rahm kiyā jātā hai .
83You are the children of the Bestower and the Bestower of Fortune. 84Mercy is for those who are sorrowful.
80Āp tō sukh svarūp sukh dātā K|kē bachchē hō . 81Ab samjhā kyā karnā hai ?
85You are embodiments of happiness, children of the Bestower of Happiness.
82Bāpdādā is varṣh kē liē bār-bār bhinn-bhinn bātō̃ mē̃ attention dilā rahē haĩ .
86Do you now understand what you have to do? 87This year, BapDada is repeatedly drawing your attention to various things.
83Is varṣh viśhēṣh sva par attention rakhnē kā samay diyā jā rahā hai .
88This year is especially being given to pay attention to the self.
84Duniyā vālē tō sirph kahtē haĩ ki khāō piyō mauj karō .
89People of the world simply say, “Eat, drink and be merry!”
85Lēkin bāpdādā kahtē haĩ - khāō aur khilāō .
90However, BapDada says: Eat and serve others.
86Mauj mē̃ rahō aur mauj mē̃ lāō .
91Stay in pleasure and bring pleasure to others.
87Achchhā -
92Achcha.
88Sadā avināśhī bēhad key|kī khuśhī mē̃ rahnē vālē , her|har karma mē̃ khuśhnasīb anubhav karnē vālē , sadā sarv kō khuśhī kā khajānā bāṇṭnē vālē , sadā khuśhī key|kī khuśhbū phailānē vālē , sadā khuśhī K|kē umaṅg , utsāh key|kī laharō̃ mē̃ laharānē vālē , aisē sadā khuśhī key|kī jhalak aur phalak mē̃ rahnē vālē , śhrēṣhṭh lakṣhya kō prāpt karnē vālē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāpdādā kā sadā hōlī|holy aur happy rahnē key|kī yādpyār aur namastē .
93To those who constantly stay in imperishable and unlimited happiness, to those who experience the fortune of happiness in every act, to those who distribute the treasure of happiness to everyone, to those who always spread the fragrance of happiness, to those who always move along with waves of zeal and enthusiasm of happiness, to those who constantly maintain their sparkle and intoxication, to the elevated souls who attain the elevated aim, BapDada’s love, remembrance and namaste to keep you constantly holy and happy.
89Party sē :
94BapDada meeting groups:
901 - pravr̥itti mē̃ rahtē sadā nyārē aur bāp K|kē pyārē hō nā !
95Whilst living with your families, you are always detached and loving to the Father, are you not?
91Kabhī bhī pravr̥itti sē lagāv tō nahī̃ lag jātā ?
96You are never attached to your families, are you?
92Agar kahā̃ bhī kisī sē attachment hai tō vah sadā kē liē apnē jīvan kā vighna ban jātā hai isliē sadā nirvighna ban āgē baṛhtē chalō .
97If there is attachment to anyone, that becomes an obstacle in your life for all time. 98Therefore, remain constantly free from obstacles and continue to move forward.
93Kalp pahlē misal agand ban achal aḍōl rahō .
99Become Angad as in the previous cycle and remain unshakeable and immovable.
94Agand key|kī viśhēṣhtā kyā dikhāī hai ?
100What speciality is Angad shown to have?
95Aisā niśhchaybuddhi jō pāṅw bhī kōī hilā na sakē .
101His intellect had such faith that no one could even shake his foot.
96Māyā niśhchay rūpī pāṅw kō hilānē kē liē bhinn-bhinn prakār sē ātī hai .
102Maya will come in various ways to try and make your faith, in the form of your foot, shake.
97Lēkin māyā hil jāē āpkā niśhchay rūpī pāṅw na hilē .
103However, Maya may shake but the foot of your faith must not shake.
98Māyā svayã surrender hōtī hai .
104Maya surrenders herself to you.
99Āp tō surrender nahī̃ hōṅgē nā !
105You will not surrender to her, will you?
100Bāp kē āgē surrender hōnā , māyā kē āgē nahī̃ , aisē niśhchaybuddhi sadā niśhchinta rahtē haĩ .
106Surrender yourself to the Father, not to Maya. 107Those whose intellects have such faith always remain carefree.
101Agar jarā bhī kōī chintā hai tō niśhchay kī kamī hai .
108If there is the slightest worry, then faith is lacking.
102Kabhī kisī bāt key|kī thōṛī see|sī|C bhī chintā hō jātī hai - uskā kāraṇ kyā hōtā , jarūr kisī na kisī bāt K|kē niśhchay mē̃ kamī hai . 103Chāhē drama mē̃ niśhchay kī kamī hō , chāhē apnē āp mē̃ niśhchay kī kamī hō , chāhē bāp mē̃ niśhchay kī kamī hō .
109When there is sometimes the slightest worry about something, the reason for that is definitely a lack of faith in something or other, whether it is a lack of faith in the drama, a lack of faith in oneself or a lack of faith in the Father.
104Tīnō̃ hī prakār K|kē niśhchay mē̃ jarā bhī kamī hai tō niśhchinta nahī̃ rah saktē .
110If there is the slightest lack of faith in any one of the three types of faith, you cannot remain carefree.
105Sabsē baṛī bīmārī hai chintā .
111The biggest illness is worry.
106Chintā K|kē bīmārī key|kī davāī doctors kē pās bhī nahī̃ hai .
112Even doctors don’t have any cure for the illness of worry.
107Tempory sulānē key|kī davāī dē dēgē lēkin sadā kē liē chintā nahī̃ miṭā sakē̃gē .
113They might give you sleeping pills to put you to sleep temporarily, but they will not be able to cure your illness for all time.
108Chintā vālē jitnā hī prāpti kē pīchhē dauṛtē haĩ utnā prāpti āgē dauṛ lagātī hai isliē sadā niśhchay K|kē pāṅw achal rahē̃ .
114The more those with worry run after some attainment, the more that attainment runs ahead of them. 115Therefore, always let the foot of your faith remain unshakeable.
109Sadā ēkbal ēk bharōsā yahī̃ pāṅw hai .
116The foot means constantly to have one strength and one support.
110Niśhchay kahō , bharōsā kahō , ēk hī bāt hai .
117Whether you call it strength or faith, it is the same thing.
111Aisē niśhchaybuddhi bachchō̃ key|kī vijay niśhchit hai .
118Victory for the children whose intellects have such faith is guaranteed.
112 ( 2 ) sadā bāp par balihār jānē vālē hō ?
1192. Do you always surrender yourselves to the Father?
113Jō bhakti mē̃ vāydā kiyā thā - vah nibhānē vālē hō nā ?
120You are the ones who will fulfil the promise you made on the path of devotion, are you not?
114Kyā vāydā kiyā ?
121What did you promise?
115Sadā āp par balihār jāyēṅgē .
122That you will always surrender yourself to Him.
116Balihār arthāt sadā samarpit hō balvān bannē vālē .
123To surrender means to remain constantly surrendered and become powerful.
117Tō balihār hō gayē yā hōnē vālē hō ?
124So, have you surrendered or are you going to surrender?
118Balihār hōnā mānā mērā kuchh nahī̃ .
125To surrender means “Nothing is mine.”
119Mērā-pan samāpt .
126The consciousness of “mine” finishes.
120Mērā śharīr bhī nahī̃ .
127Even the body is not “mine”.
121Tō kabhī dēh abhimān mē̃ ātē hō ?
128So, do you ever become body conscious?
122Mērā hai tab dēh-bhān ātā hai . 123Issē bhī parē rahnē vālē iskō kahā jātā hai - balihār jānā .
129It is when you have the consciousness of “mine” that there is body consciousness. 130To remain beyond even this consciousness means to surrender.
124Tō mērā-pan sadā kē liē samāpt kartē chalō .
131Therefore, continue to finish the consciousness of “mine” for all time.
125Sab kuchh tērā yahī anubhav kartē chalō .
132Continue to experience everything as “Yours”.
126Jitnā jyādā anubhavī utnā authority svarūp .
133The more experienced you become, the more you become an embodiment of authority.
127Vah kabhī dhōkhā nahī̃ khā saktē .
134Such ones can never be deceived.
128Duḥkh key|kī lahar mē̃ nahī̃ ā saktē .
135They cannot experience waves of sorrow.
129Tō sadā anubhav key|kī kahāniyā̃ sabkō sunātē rahō .
136So always continue to relate stories of your experience to everyone.
130Anubhavī ātmā thōṛē samay mē̃ saphaltā jyādā prāpt kartī hai .
137An experienced soul attains greater success in a short time.
131Achchhā .
138Achcha.
132Vidāī K|kē samay - 14 January makar saṅkrānti key|kī yādpyār 133Āj K|kē din K|kē mahatva kō sadā khānē aur khilānē kā mahatva banā diyā hai . 134Kuchh khātē haĩ kuchh khilātē haĩ .
139At the time of farewell, giving love and remembrance for the 14th January (Makar-sankranti) festival of kite flying. 140People have marked the significance of this day by always eating and serving food to others.
135Vah til dān kartē haĩ yā khātē haĩ .
141They eat something and they serve others something.
136Til arthāt bahut chhōṭī-sī bindī , kōī bhī bāt hōtī hai - chhōṭī-sī hōtī hai tō kahtē haĩ yah til K|kē samān hai aur baṛī hōtī hai tō pahāṛ K|kē samān kahā jātā hai .
142They either donate sesame seeds or eat them. ‘Sesame seeds’ are very tiny points. 143When something happens, and it may be something very minor, they say that it is like a sesame seed. 144If it is big, it is said to be like a mountain.
137Tō pahāṛ aur til bahut phark hō jātā hai nā .
145So, there is a great difference between a mountain and a sesame seed.
138Tō til kā mahatva isliē hai kyōṅki ati sūkṣhma bindī bantē hō .
146Significance is given to sesame seeds, because you become extremely subtle points.
139Jab bindī rūp bantē hō tabhī uṛtī kalā K|kē pataṅg bantē hō .
147It is when you become point-forms that you become kites in the flying stage.
140Tō til kā bhī mahatva hai .
148So, sesame seeds also have significance.
141Aur til sadā miṭhās sē saṅgaṭhan rūp mē̃ lātē haĩ , aisē hī til nahī̃ khātē haĩ .
149Sesame seeds are always mixed together with something sweet; sesame seeds are never eaten by themselves.
142Madhurtā arthāt snēh sē saṅgaṭhit rūp mē̃ lānē key|kī niśhānī hai .
150Sweetness is a sign of bringing them together with love.
143Jaisē til mē̃ mīṭhā paṛtā hai tō achchhā lagtā hai , aisē hī til khāō tō kaṛuvā lagēgā lēkin mīṭhā mil jātā hai tō bahut achchhā lagēgā .
151When something sweet is mixed with the seeds, you enjoy them. 152If you were to eat the sesame seeds by themselves, you would find them bitter, but when something sweet is mixed with them, they are very good.
144Tō āp ātmāyē̃ bhī jab madhurtā kē sāth sambandh mē̃ ā jātī hō , snēh mē̃ ā jātī hō tō śhrēṣhṭh ban jātī hō .
153So, when you souls come into a relationship with sweetness, when you have that love, you become elevated.
145Tō yah saṅgaṭhit madhurtā kā yādgār hai .
154So, this is a memorial of collective sweetness.
146Iskī bhī niśhānī hai .
155There is a symbol for that too.
147Tō sadā svayã kō madhurtā K|kē ādhār sē saṅgaṭhan key|kī śhakti mē̃ lānā bindī rūp bannā aur pataṅg ban uṛtī kalā mē̃ uṛnā , yah hai āj K|kē din kā mahatva .
156So, always bring the power of the gathering into yourself. 157On the basis of sweetness, become a point-form and be a kite and fly in the flying stage. 158That is the significance of this day.
148Tō manānā arthāt bannā .
159So, to celebrate means to become.
149Tō āp banē hō aur vah sirph thōṛē samay kē liē manātē haĩ .
160You become this whereas those people simply celebrate it for a short time.
150Ismē̃ dān dēnā arthāt jō bhī kuchh kamjōrī hō uskō dān mē̃ dē dō .
161To donate here means to donate whatever weaknesses you have. 162Just consider it to be something minor and donate it.
151Chhōṭī-sī bāt samajhkar dē dō . 152Til samān samajhkar dē dō .
163Consider it to be like a sesame seed and give it away.
153Baṛī bāt nahī̃ samjhō - chhōṛnā paṛēgā , dēnā paṛēgā , nahī̃ .
164Do not consider it to be something major and think, “I have to renounce it, I have to give it away.” 165No.
154Til K|kē samān chhōṭī-sī bāt dān dēnā , khuśhī khuśhī chhōṭī-sī bāt samajhkar khuśhī sē dē dō .
166Donate it whilst considering it to be something as small as a sesame seed. 167Consider it to be something minor and give it away happily.
155Yah hai dān kā mahatva .
168This is the significance of donating.
156Samjhā .
169Do you understand?
157Sadā snēhī bannā , sadā saṅgaṭhit rūp mē̃ chalnā aur sadā baṛī bāt kō chhōṭā samajh samāpt karnā .
170Always be loving, always remain part of the gathering and always consider something major to be something minor and finish it, by burning it in a fire.
158Āg mē̃ jalā dēnā , yah hai mahatva . 159Tō manā liyā nā .
171That is the signifance. 172So, you have celebrated, have you not?
160Dr̥iṛh saṅkalp key|kī āg jalā dī .
173You have lit the fire of determined action.
161Āg jalātē haĩ nā is din .
174People especially light a fire on this day.
162Tō saṅskār parivartan divas , vah saṅkrānti kahtē haĩ , āp saṅskār parivartan kahē̃gē .
175So, this is the day for transforming sanskars. 176They call it “sankranti” and you call it the day for transforming sanskars.
163Achchhā - sabhī kō snēh aur saṅgaṭhan key|kī śhakti mē̃ sadā saphal rahnē key|kī yādpyār aur good morning .
177Achcha, love, remembrance and good morning to everyone for remaining constantly successful with love and the power of the gathering.
Blessing
164Vardān : sadā bhagvān aur bhāgya key|kī smr̥iti mē̃ rahnē vālē sarvaśhrēṣhṭha bhāgyavān bhav
178Blessing: May you constantly stay in the awareness of God and your fortune and become a most elevated, fortunate soul.
165Saṅgamyug par chaitanya svarūp mē̃ bhagvān bachchō̃ key|kī sēvā kar rahē haĩ .
179 At the confluence age, God serves His children in the living form.
166Bhakti mārg mē̃ sab bhagvān key|kī sēvā kartē lēkin yahā̃ chaitanya ṭhākurō̃ key|kī sēvā svayã bhagvān kartē haĩ .
180On the path of devotion, everyone serves God, but here, God Himself serves you living idols. 181He awakens you at amrit vela, offers bhog to you and puts you to sleep.
167Amr̥itvēlē uṭhātē haĩ , bhōg lagātē haĩ , sulātē haĩ . 168Record par sōnē aur regard par uṭhnē vālē , aisē lāḍlē vā sarv śhrēṣhṭh bhāgyavān ham brāhmaṇ haĩ - isī bhāgya key|kī khuśhī mē̃ sadā jhūltē rahō .
182Those who go to sleep with the record (song played at night) and those who awaken to the record (amrit vela song) – “We Brahmins are especially loved and are the most elevated fortunate souls” – constantly continue to swing in the happiness of this fortune.
169Sirph bāp K|kē lāḍlē banō , māyā K|kē nahī̃ .
183Simply become those who are especially loved by the Father, not by Maya.
170Jō māyā K|kē lāḍlē bantē haĩ vah bahut lāḍakōḍ kartē haĩ .
184Those who are loved by Maya play a lot of childish games.
Slogan
171Slōgan : apnē harṣhitmukh chēhrē sē sarv prāptiyō̃ key|kī anubhūti karānā - sachchī sēvā hai .
185Slogan: To give the experience of all attainments with your cheerful face is real service.
172Sūchnā : āj antarrāṣhṭrīy yōg divas tīsrā ravivār hai , sāyã 6 . 30 sē 7 . 30 bajē tak sabhī bhāī bahinē̃ saṅgaṭhit rūp mē̃ ēkatrit hō prabhu pyār mē̃ samānē kā anubhav karē̃ .
186*** Om Shanti *** Notice: Today is international yoga day, the third Sunday of the month. 187From 6.30 pm – 7.30 pm, all brothers and sisters, experience being merged in God’s love.
173Sadā isī svamān mē̃ baiṭhē̃ ki maĩ ātmā sarv prāptiyō̃ sē sampann sarvaśhrēṣhṭha bhāgyavān ātmā hū̃ .
188Always sit in the awareness: I, the soul, am full with all attainments and am the most fortunate soul.
174Pyār K|kē sāgar bāp K|kē pyār key|kī kiraṇē̃ nikalkar mujh ātmā mē̃ samātī jā rahī haĩ .
189Rays of love are emerging from the Ocean of Love and merging in myself, the soul.
175Vahī pyār K|kē vibration chārō̃ ōr vātāvaraṇ mē̃ phail rahē haĩ .
190Those vibrations of love are spreading everywhere into the atmosphere.