बुधवार 20 मई 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
020-05-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 20/05/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - dhandhā ādi kartē bhī sadā apnī godly student life aur study yād rakhō , svayã bhagvān hamkō paṛhātē haĩ is naśhē mē̃ rahō »
1Essence: Sweet children, whilst running your business etc., constantly remember your Godly student life and this study. 2Stay in the intoxication that God, Himself, is teaching you.
Question
2Praśhna : jin bachchō̃ kō gyān amr̥it hazam karnā ātā hai , unkī niśhānī kyā hōgī ?
3Question: What are the signs of the children who know how to digest the nectar of knowledge?
Answer
3Uttar : unhē̃ sadā rūhānī naśhā chaṛhā rahēgā aur us naśhē K|kē ādhār par sabkā kalyāṇ kartē rahē̃gē .
4Answer: They constantly have spiritual intoxication. 5On the basis of that intoxication, they continue to benefit everyone.
4Kalyāṇ karnē K|kē sivāē dūsrī kōī bāt karnā bhī unhē̃ achchhā nahī̃ lagēgā .
6They don't like doing anything apart from benefiting everyone.
5Kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānē key|kī hī sēvā mē̃ busy rahē̃gē .
7They remain busy in the service of changing thorns into flowers.
Murli
6Ōm śhānti .
8Om shanti.
7Ab tum bachchē yahā̃ baiṭhē hō aur yah bhī jāntē hō ki abhī ham pārṭdhārī haĩ .
9You children are now sitting here and you know that you are actors.
884 janmō̃ kā chakra pūrā kiyā hai .
10You have completed the cycle of 84 births.
9Yah tum bachchō̃ key|kī smr̥iti mē̃ ānā chāhiē .
11You children should have this awareness.
10Jāntē hō ki bābā āyā huā hai , hamkō phir sē rājya prāpt karānē vā tamōpradhān sē satōpradhān banānē .
12You know that Baba has come to enable you to claim the kingdom once again and to change you from tamopradhan to satopradhan.
11Yah bātē̃ sivāē bāp K|kē aur kōī nahī̃ samjhāyēṅgē .
13No one but the Father can explain these things.
12Tum jab yahā̃ baiṭhtē hō tō tum jaisē school mē̃ baiṭhē hō .
14You are sitting here as though in a school.
13Bāhar hō tō school mē̃ nahī̃ hō .
15When you are outside, you are no longer in a school.
14Jāntē hō yah ūñch tē ūñch rūhānī school hai .
16You know that this is the highest-on-high spiritual school.
15Rūhānī bāp baiṭh paṛhātē haĩ .
17The spiritual Father sits here and teaches you.
16Paṛhāī tō bachchō̃ kō yād ānī chāhiē nā .
18You children should remember your studies, should you not?
17Yah bhī bachchā ṭhaharā|ṭhahrā .
19This one is a child too.
18Inkō athavā sabhī kō sikhlānē vālā vah bāp hai .
20It is the Father who teaches him and all of you children.
19Sab manuṣhya mātra key|kī ātmāō̃ kā bāp vah hai .
21He is the Father of all human souls.
20Vah ākar śharīr kā loan lēkar tumkō samjhā rahē haĩ .
22He comes and takes a body on loan in order to explain to you.
21Rōz samjhātē haĩ , yahā̃ jab baiṭhtē hō tō buddhi mē̃ smr̥iti rahnī chāhiē ki hamnē 84 janma liē .
23He explains to you every day. 24While you are sitting here, your intellects should be aware that you have taken 84 births.
22Ham viśhva K|kē mālik thē , dēvī-dēvtā thē phir punarjanma lētē-lētē ākar paṭ paṛē haĩ .
25You were the masters of the world; you were deities. 26Having taken rebirth, you have fallen to the floor.
23Bhārat kitnā solvent thā .
27Bharat was so solvent!
24Sārī smr̥iti āī hai .
28You are now aware of all of this.
25Bhārat key|kī hī kahānī hai , sāth-sāth apnī bhī .
29The whole story is of Bharat and also of all of you.
26Apnē kō phir bhūl na jāō .
30Do not forget yourselves!
27Ham svarg mē̃ rājya kartē thē phir hamkō 84 janma lēnē paṛē .
31We used to rule in heaven and we had to take 84 births.
28Yah sārā din smr̥iti mē̃ lānā paṛē .
32You have to keep this in your awareness throughout the day.
29Dhandhā ādi kartē study tō yād ānī chāhiē nā . 30Kaisē ham viśhva K|kē mālik thē phir ham nīchē utartē āyē , bahut sahaj hai parantu yah yād bhī kōī kō rahtī nahī̃ hai .
33While running your businesses you should remember the study: how you were the masters of the world and how you then continued to come down. 34This is very easy, but no one is able to remember it.
31Ātmā pavitra na hōnē kāraṇ yād khisak jātī hai .
35Remembrance slips away because souls are impure.
32Hamkō bhagvān paṛhātē haĩ yah yād khisak jātī hai .
36The awareness that God is teaching you slips away.
33Ham bābā K|kē student haĩ .
37We are Baba's students.
34Bābā kahtē rahtē haĩ - yād kī yātrā par rahō .
38Baba continually says: Stay on the pilgrimage of remembrance.
35Bāp hamkō paṛhākar yah banā rahē haĩ .
39The Father is teaching us and making us into those.
36Sārā din yah smr̥iti ātī rahē .
40Let there be this awareness throughout the day.
37Bāp hī smr̥iti dilātē haĩ , yahī bhārat thā nā .
41Only the Father reminds you that this place was Bharat.
38Ham sō dēvī-dēvtā thē , sō ab asur banē haĩ .
42We were deities and have now become devils.
39Pahlē tumhārī bhī buddhi āsurī thī .
43Previously, your intellects were also devilish.
40Ab bāp nē īśhvarīy buddhi dī hai .
44The Father has now given you Godly intellects.
41Parantu phir bhī kōī-kōī key|kī buddhi mē̃ baiṭhtā nahī̃ hai .
45In spite of that, this doesn’t remain in the intellects of some; you forget.
42Bhūl jātē haĩ . 43Bāp kitnā naśhā chaṛhātē haĩ .
46The Father gives you so much intoxication.
44Tum phir sē dēvtā bantē hō tō vah naśhā rahnā chāhiē nā .
47You are once again becoming those deities. 48Therefore, there should be this intoxication.
45Ham apnā rājya lē rahē haĩ .
49We are claiming our kingdom.
46Ham apnā rājya karē̃gē , kōī kō tō bilkul naśhā chaṛhtā nahī̃ hai .
50We will rule our kingdom. 51Some of you have no intoxication at all.
47Gyān amr̥it hazam hī nahī̃ hōtā hai .
52You are unable to digest the nectar of knowledge.
48Jinhē̃ naśhā chaṛhā huā hōgā , unhē̃ kiskā kalyāṇ karnē K|kē sivāē dūsrī kōī bāt karnā bhī achchhā nahī̃ lagēgā .
53Those who do have this intoxication would not consider it right to talk of anything except things that benefit others.
49Fool|phūl banānē key|kī service mē̃ hī lagē rahē̃gē .
54They remain busy serving to make others into flowers.
50Ham pahlē fool|phūl thē phir māyā nē kāṇṭā banā diyā .
55Previously, we were flowers and then Maya made us into thorns.
51Ab phir fool|phūl bantē haĩ .
56We are now becoming flowers once again.
52Aisī-aisī bātē̃ apnē sē karnī chāhiē .
57Talk to yourselves in this way.
53Is naśhē mē̃ rah tum kiskō bhī samjhāyēṅgē tō jhaṭ kōī kō tīr lagēgā .
58When you explain to others with this intoxication, the arrow will strike the target very quickly.
54Bhārat garden of|off allāh thā .
59Bharat was the Garden of Allah.
55Ab patit ban gayā hai .
60It has now become impure.
56Ham hī sārē viśhva K|kē mālik thē , kitnī baṛī bāt hai !
61We were the masters of the whole world. 62This is such a great thing.
57Abhī phir ham kyā ban gayē haĩ !
63However, just look at what we have now become!
58Kitnā gir gayē !
64We have fallen so much!
59Hamārē girnē aur chaṛhnē kā yah nāṭak hai .
65This play is about our rise and fall.
60Yah kahānī bāp baiṭh sunātē haĩ .
66The Father sits here and tells us this story.
61Vah hai jhūṭhī , yah hai sachchī .
67The other story is false whereas this is the true one.
62Vah satya nārāyaṇ kī kathā sunātē haĩ , samajhtē thōṛēhī hai ki ham kaisē chaṛhē phir kaisē girē haĩ .
68Those people relate the story of the true Narayan, but they do not understand how they ascended or how they descended.
63Yah bāp nē sachchī satya nārāyaṇ kī kathā sunāī hai . 64Rājāī kaisē ganvāī , yah sārī hai apnē ūpar .
69The Father has now told you the story of the true Narayan, of how you lost the kingdom.
65Ātmā kō abhī mālūm paṛā hai ki ham kaisē ab bāp sē rājāī lē rahē haĩ .
70It all depended on you. 71You souls now know how you are claiming the kingdom from the Father.
66Bāp yahā̃ pūchhtē haĩ tō kahtē haĩ - hā̃ , naśhā hai phir bāhar jānē sē kuchh bhī naśhā nahī̃ rahtā .
72When the Father asks you here if you have this intoxication, you say, "Yes", but, as soon as you go outside, there is no intoxication at all.
67Bachchē khud samajhtē haĩ bhal hāth tō uṭhātē haĩ parantu chalan aisī hai jō naśhā rah na sakē . 68Feeling tō ātī hai nā .
73You children can understand for yourselves that, although you raise your hands, your activity is such that there cannot be this intoxication.
69Bāp bachchō̃ kō smr̥iti dilātē haĩ - bachchē , tumkō mainnē rājāī dī thī phir tumnē ganvā dī .
74You can feel this for yourselves. 75The Father reminds you children. 76He says: Children, I gave you the kingdom.
70Tum nīchē utartē āyē hō kyōṅki yah nāṭak hai chaṛhnē aur utarnē kā .
77You then lost it. 78You have been coming down. 79This play is about your rise and fall.
71Āj rājā hai , kal uskō utār dētē haĩ .
80Today, someone is a king and tomorrow, he will be dethroned.
72Akhbār mē̃ bahut aisī-aisī bātē̃ paṛtī haĩ , jiskā respond diyā jāē tō kuchh samajhē̃ .
81There are many such stories in the newspapers. 82If you were to respond to those, people would be able to understand something.
73Yah nāṭak hai , yah yād rahē tō bhī sadaiv khuśhī rahē .
83Even if you remember that this is a play, there can be constant happiness.
74Buddhi mē̃ hai nā - āj sē 5 hazār varṣh pahlē śhivbābā āyā thā , ākar rājyōg sikhāyā thā .
84It is in your intellects that Shiv Baba came 5000 years before today. 85He came and taught us Raja Yoga and then there was a war.
75Laṛāī lagī thī . 76Abhī yah sab right bātē̃ bāp sunātē haĩ .
86The Father tells you all of these right things.
77Yah hai purūṣhōttam yug .
87This is the most elevated confluence age.
78Kaliyug kē bād yah purūṣhōttam yug ātā hai .
88After the iron age, there is this most elevated age.
79Kaliyug kō purūṣhōttam yug nahī̃ kahē̃gē .
89The iron age wouldn’t be called the most elevated age.
80Satyug kō bhī nahī̃ kahē̃gē .
90Even the golden age wouldn’t be called that.
81Āsurī sampradāy aur daivī sampradāy kahtē haĩ , unkē bīch kā hai yah saṅgamyug , jabki purānī duniyā sē naī duniyā bantī hai .
91The devilish community and the divine community are mentioned. 92This confluence age is the age in between them when the old world is made new.
82Naī sē purānī hōnē mē̃ sārā chakra lag jātā hai .
93It takes the whole cycle for it to change from new to old.
83Abhī hai saṅgamyug .
94It is now the confluence age.
84Satyug mē̃ dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .
95In the golden age, it was the kingdom of deities.
85Ab vah hai nahī̃ . 86Bākī anēk dharm ā gayē haĩ .
96They no longer exist, but many other religions have now come.
87Yah tumhārī buddhi mē̃ rahtā hai .
97This remains in your intellects.
88Bahut haĩ jō 6-8 mās , 12 mās paṛhkar phir gir paṛtē haĩ . 89Fail hō paṛtē haĩ .
98There are many who study for six to eight months or even 12 months and then fall; they fail.
90Bhal pavitra bantē haĩ parantu paṛhāī nahī̃ kartē tō phans paṛtē haĩ .
99Although they become pure, they do not study and so they become trapped.
91Sirph pavitratā bhī kām nahī̃ ātī .
100Purity by itself is of no use.
92Aisē bahut sanyāsī bhī haĩ , vah sanyās dharm chhōṛ jāē gr̥ihasthī ban jātē haĩ , śhādī ādi kar lētē haĩ .
101There are also many sannyasis who have renounced their sannyas religion (religion of renunciation). 102They get married and become householders.
93Tō ab bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ - tum school mē̃ baiṭhē hō .
103Therefore, the Father now explains to you children: You are sitting in a school.
94Yah smr̥iti mē̃ hai hamnē apnī rājāī kaisē ganvāī , kitnē janma liē .
104How you lost your kingdom and how many births you took are in your awareness.
95Ab phir bāp kahtē haĩ viśhva K|kē mālik banō .
105The Father once again says: Become the masters of the world.
96Pāvan jarūr bannā hai .
106You definitely have to become pure.
97Jitnā jāstī yād karē̃gē utnā pavitra hōtē jāyēṅgē kyōṅki sōnē mē̃ khād paṛtī hai , vah nikalē kaisē ?
107The more you remember Baba, the purer you will become. 108How else would the alloy that is mixed with the gold be removed?
98Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai ham ātmā satōpradhān thī , 24 carat thī phir girtē-girtē aisī hālat hō gaī hai .
109It is in the intellects of you children that you souls were satopradhan. 110You were 24 carat gold. 111Then you continued to come down until this is what your state has become.
99Ham kyā ban gayē !
112What have you become?
100Bāp tō aisē nahī̃ kahtē ki ham kyā thē . 101Tum manuṣhya hī kahtē hō ham dēvtā thē .
113The Father doesn’t say what you have become, but you human beings say that you were deities.
102Bhārat key|kī mahimā tō hai nā .
114There is the praise of Bharat.
103Bhārat mē̃ kaun ātē haĩ , kyā gyān dētē haĩ , yah kōī nahī̃ jāntē .
115Who is the One who enters Bharat and what knowledge does He give when He comes?
104Yah tō patā hōnā chāhiē nā ki liberator kab ātē haĩ .
116No one knows this. 117One should at least know when the Liberator comes.
105Bhārat prāchīn gāyā jātā hai tō jarūr bhārat mē̃ hī reincarnation hōtā hōgā athavā jayantī bhī bhārat mē̃ hī manātē haĩ .
118Bharat is said to be the most ancient land, and so His reincarnation must definitely take place in Bharat. 119This means that His birthday is also celebrated here.
106Jarūr father yahā̃ ātā hai .
120The Father definitely comes here.
107Kahtē bhī haĩ bhāgīrath .
121"The Lucky Chariot” is also spoken of.
108Tō manuṣhya śharīr mē̃ āyā hōgā nā .
122Therefore, He must have entered a human body.
109Phir ghōṛē gāṛī bhī dikhāī hai .
123They have portrayed a horse-drawn chariot for this.
110Kitnā fark hai .
124There is so much difference!
111Kr̥iṣhṇa aur rath dikhāyā hai .
125They have shown Krishna in the chariot.
112Mērā kiskō patā nahī̃ hai .
126No one knows about Me.
113Abhī tum samajhtē hō bābā is rath par ātē haĩ , inkō hī bhāgyaśhālī rath kahā jātā hai .
127You now understand that Baba came into this chariot. 128This one is called “The Lucky Chariot”.
114Brahmā sō viṣhṇu , chitra mē̃ kitnā clear hai .
129Brahma becomes Vishnu; this is shown clearly in this picture.
115Trimūrti kē ūpar śhiv , yah śhiv kā parichay kisnē diyā .
130Shiva is shown above the Trimurti. 131Who gave Shiva’s introduction?
116Bābā nē hī banvāyā nā .
132Baba had this created.
117Abhī tum samajhtē hō bābā is brahmā rath mē̃ āyē haĩ .
133You now understand that Baba entered the chariot of Brahma.
118Brahmā sō viṣhṇu , viṣhṇu sō brahmā .
134Brahma becomes Vishnu and Vishnu becomes Brahma.
119Yah bhī bachchō̃ kō samjhāyā hai , kahā̃ 84 janm kē bād viṣhṇu sō brahmā bantē , kahā̃ brahmā sō viṣhṇu ēk second mē̃ .
135It is also explained to you children how Vishnu becomes Brahma after 84 births and how Brahma becomes Vishnu within a second.
120Wonderful bātē̃ hai nā buddhi mē̃ dhāraṇ karnē key|kī .
136This is a wonderful aspect for your intellects to imbibe.
121Pahlē-pahlē samjhānā hōtā hai bāp kā parichay .
137First of all, you have to give the Father's introduction.
122Bhārat svarg thā jarūr .
138Bharat used to be heaven.
123Heavenly god father nē svarg banāyā hōgā .
139Therefore, Heavenly God, the Father, must surely have created heaven.
124Yah chitra tō baṛā first class hai , samjhānē kā śhauk rahtā hai nā .
140This picture is first class. 141You should be interested in explaining this to others.
125Bāp kō bhī śhauk hai .
142The Father has this interest.
126Tum centres par bhī aisē samjhātē rahtē hō .
143You also explain in this way at the centres.
127Yahā̃ tō direct bāp hai .
144Here, the Father is now directly in front of you.
128Bāp ātmāō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .
145The Father sits here and explains to you souls.
129Ātmāō̃ K|kē samjhānē aur bāp K|kē samjhānē mē̃ fark tō jarūr rahtā hai isliē yahā̃ sammukh ātē haĩ sunnē liē .
146There is definitely a difference between the explanation given by you souls and the explanation given by the Father. 147Therefore, you come here to listen personally to Baba.
130Bāp hī ghaṛī-ghaṛī bachchē-bachchē kahtē haĩ .
148The Father says again and again: Child, child.
131Bhāī-bhāī kā itnā asar nahī̃ rahtā jitnā bāp kā rahtā hai .
149There isn't as much impact from brothers as there is from the Father.
132Yahā̃ tum bāp K|kē sammukh baiṭhē hō .
150Here, you sit personally in front of the Father.
133Ātmāyē̃ aur paramātmā miltē haĩ tō iskō mēlā kahā jātā hai .
151You souls meet the Supreme Soul, and so this is called a mela (meeting).
134Bāp sammukh baiṭh samjhātē haĩ tō bahut naśhā chaṛhtā hai .
152When the Father explains personally, the intoxication rises very high.
135Samajhtē haĩ bēhad kā bāp kahtē haĩ , ham unkā nahī̃ mānē̃gē !
153You think: Since the unlimited Father is explaining, why should I not listen to Him?
136Bāp kahtē haĩ hamnē tumkō svarg mē̃ bhējā thā phir tum 84 janm lētē-lētē patit banē hō .
154The Father says: I sent you to heaven. 155Then, whilst taking 84 births, you became impure.
137Phir tum pāvan nahī̃ banē̃gē !
156So, will you not become pure once again?
138Ātmāō̃ kō kahtē haĩ .
157Baba says this to you souls.
139Kōī samajhtē haĩ , bābā sach kahtē haĩ , kōī tō jhaṭ kahtē bābā ham pavitra kyō̃ nahī̃ banē̃gē !
158Some of you understand and say: Baba is telling the truth. 159Some instantly say: Baba, why would I not become pure?
140Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē pāp kaṭ jāyēṅgē .
160The Father says: Remember Me, and your sins will be cut away and you will become real gold.
141Tum sachchā sōnā ban jāyēṅgē .
161I am the Purifier Father of everyone.
142Maĩ sabhī kā patit-pāvan bāp hū̃ tō bāp key|kī samjhānī aur ātmāō̃ key|kī ( bachchō̃ key|kī ) samjhānī mē̃ kitnā fark hai .
162Therefore, there is so much difference between the explanation given by souls and the explanation given by the Father.
143Samjhō kōī nayē ā jātē haĩ , unmē̃ bhī jō yahā̃ kā fool|phūl hōgā tō unkō touch hōgā . 144Yah kahtē ṭhīk haĩ .
163For instance, when a new person comes, if he is a flower and belongs here, he will be touched and say: This is right.
145Jō yahā̃ kā nahī̃ hōgā tō samajhēgā nahī̃ .
164If he doesn't belong here, he won't understand anything.
146Tō tum bhī samjhāō ham ātmāō̃ kō bāp kahtē haĩ tum pāvan banō .
165Therefore, also explain to others: The Father is telling us souls to become pure.
147Manuṣhya pāvan bannē kē liē gaṅgā snān kartē haĩ , gurū kartē haĩ .
166People go to bathe in the Ganges in order to become pure. 167They also adopt a guru.
148Parantu patit-pāvan tō bāp hī hai .
168However, only the Father is the Purifier.
149Bāp ātmāō̃ kō kahtē haĩ ki tum kitnē patit ban gayē hō isliē ātmā yād kartī hai ki ākar pāvan banāō .
169The Father tells you souls: You have become so impure! 170This is why you souls remember Me and ask Me to come and purify you.
150Bāp kahtē haĩ maĩ kalp-kalp ātā hū̃ , tum bachchō̃ kō kahtā hū̃ yah antim janm pavitra banō .
171The Father says: I come every cycle. 172I tell you children to become pure in this last birth.
151Yah rāvaṇ rājya khatm hōnā hai .
173This kingdom of Ravan has to be destroyed.
152Mukhya bāt hai hī pāvan bannē key|kī .
174The main thing is to become pure.
153Svarg mē̃ viṣh hōtā nahī̃ .
175There is no poison in heaven.
154Jab kōī ātē haĩ tō unkō yah samjhāō ki bāp kahtē haĩ - apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō tō pāvan ban jāyēṅgē , khād nikal jāyēgī .
176Explain to anyone who comes that the Father says: Consider yourselves to be souls and remember Me, the Father, and you will become pure; the alloy within you will be removed.
155Manmanābhav akṣhar yād hai nā .
177You remember the word “Manmanabhav”, do you not?
156Bāp nirākār hai ham ātmā bhī nirākār haĩ .
178The Father is incorporeal and we souls are also incorporeal.
157Jaisē ham śharīr dvārā suntē haĩ , bāp bhī is śharīr mē̃ ākar samjhātē haĩ .
179Just as we listen with our bodies, in the same way, the Father explains to us by entering a body.
158Nahī̃ tō kaisē kahē̃ ki māmēkam yād karō . 159Dēh K|kē sabhī sambandh chhōṛō .
180How else could He say: “Constantly remember Me alone, renounce all the relationships of bodies”?
160Jarūr yahā̃ ātē haĩ , brahmā mē̃ pravēśh kartē haĩ .
181He definitely comes here and enters Brahma.
161Prajāpitā ab practical mē̃ hai , in dvārā hamkō bāp aisē kahtē haĩ , ham bēhad K|kē bāp key|kī hī māntē haĩ .
182Prajapita now exists in a practical form and the Father speaks to us through him. 183We only listen to the unlimited Father.
162Vah kahtē pāvan banō .
184He says: Become pure.
163Patitpanā chhōṛō .
185Renounce becoming impure.
164Purānī dēh K|kē abhimān kō chhōṛō .
186Renounce the arrogance of those old bodies.
165Mujhē yād karō tō ant matī sō gati hō jāyēgī , tum lakṣhmī-nārāyaṇ ban jāyēṅgē .
187Remember Me and your final thoughts will lead you to your destination and you will become Lakshmi and Narayan.
166Bāp sē bēmukh karnē vālā mukhya avguṇ hai - ēk dūsrē kā parchintan karnā . 167Evil bātē̃ sunnā aur sunānā .
188The main defect that diverts you from the Father is that of thinking about others, of listening to and speaking of evil things.
168Bāp kā direction hai tumhē̃ evil bātē̃ sunnī nahī̃ hai . 169Inkī bāt unkō , unkī bāt inkō sunānā yah dhūtīpanā tum bachchō̃ mē̃ nahī̃ hōnā chāhiē .
189The Father's direction is: Do not listen to evil things. 190You children should not be involved in the business of telling stories about one person to another and then that one’s stories to the first one. 191Renounce gossiping.
170Is samay duniyā mē̃ sabhī viprīt buddhi haĩ nā .
192At present, the intellect of everyone in the world has no love for the Father.
171Sivāē rām K|kē dūsrī kōī bāt sunānā , uskō dhūtīpanā kahā jātā hai .
193To speak of anything other than the things of Rama is just gossip.
172Ab bāp kahtē haĩ - yah dhūtīpanā chhōṛō .
194The Father now says: Renounce gossiping.
173Tum sabhī ātmāō̃ kō batāō ki hē sītāyē̃ tum ēk rām sē yōg lagāō .
195Tell all souls: O Sitas, all of you must now have yoga with the one Rama. 196You are messengers.
174Tum hō messenger , yah message dō ki bāp nē kahā hai mujhē yād karō , bas .
197Give everyone the Father’s message, in which He says: Remember Me! 198That’s all.
175Is bāt K|kē sivāē bākī sab hai dhūtīpanā .
199Apart from this one aspect, everything else is just gossip.
176Bāp sab bachchō̃ kō kahtē haĩ - dhūtīpanā chhōṛ dō .
200The Father tells all you children: Renounce gossiping!
177Sabhī sītāō̃ kā ēk rām sē yōg juṛvāō .
201Make all the Sitas connect their intellects’ in yoga with the one Rama.
178Tumhārā dhandhā hī yah hai .
202This is your only business.
179Bas , yah paigām dētē rahō . 180Bāp āyā huā hai , kahtē haĩ tumkō golden age mē̃ jānā hai .
203Simply continue to give this message: The Father has come and He says that we now have to go to the golden age.
181Ab is iron age kō chhōṛnā hai .
204We now have to leave this iron age.
182Tumkō vanvās milā huā hai , jaṅgal mē̃ baiṭhē hō nā .
205You have been sent into exile. 206You are sitting in a jungle.
183One jaṅgal kō kahā jātā hai .
207A forest is also called a jungle.
184Kanyā key|kī jab śhādī hōtī hai tō one mē̃ baiṭhtī hai phir mahal mē̃ jātī hai .
208When a kumari is about to get married, she sits in exile and she then goes to a mansion.
185Tum bhī jaṅgal mē̃ baiṭhē hō .
209You are also sitting in a jungle.
186Ab sasur ghar jānā hai , is purānī dēh kō chhōṛnā hai .
210You now have to go to your in-laws' home. 211You have to leave your old bodies here.
187Ēk bāp kō yād karō .
212Continue to remember the one Father.
188Jinkī vināśh kālē prīt buddhi hai vah tō mahal mē̃ jāyēṅgē , bākī viprīt kā hai vanvās . 189Jaṅgal mē̃ vās hai .
213Those who have loving intellects at the time of destruction will go into a mansion, whereas those whose intellects have no love will go into the forest.
190Bāp tum bachchō̃ kō bhinn-bhinn rīti sē samjhātē haĩ .
214Their residence will be a jungle. 215The Father explains to you children in many different ways.
191Jis bāp sē itnī bēhad key|kī bādśhāhī lī hai , unkō bhūl gayē hō tō vanvās mē̃ chalē gayē hō .
216You forgot the Father who gave you your unlimited kingdom and you went into a jungle. 217There are the residences of a jungle and a garden.
192Vanvās aur garden vās . 193Bāp kā nām hī hai bāgvān .
218The Father is also called the Master of the Garden.
194Parantu jab kōī key|kī buddhi mē̃ āyē .
219At least this should enter someone's intellect!
195Bhārat mē̃ hī hamārā rājya thā .
220Our kingdom was in Bharat, but it no longer exists.
196Abhī nahī̃ hai . 197Abhī tō vanvās hai .
221At present our residence is a jungle.
198Phir garden mē̃ chaltē haĩ .
222We are to go into the garden.
199Tum yahā̃ baiṭhē hō tō bhī buddhi mē̃ hai - ham bēhad K|kē bāp sē apnā rājya lē rahē haĩ .
223While you are sitting here, your intellects are aware that you are receiving your kingdom from the unlimited Father.
200Bāp kahtē haĩ mērē sāth prīt rakhō phir bhī bhūl jātē haĩ .
224The Father says: "Have love for Me", but you still forget Me.
201Bāp ulhanā dētē haĩ - tum mujh bāp kō kahā̃ tak bhūltē rahē̃gē .
225The Father complains: For how much longer will you continue to forget Me?
202Phir golden age mē̃ kaisē jāyēṅgē .
226How will you be able to go to the golden age?
203Apnē sē pūchhō ham kitnā samay bābā kō yād kartē haĩ ?
227Ask yourself: For how long do I remember Baba?
204Ham jaisēki yād kī agni mē̃ paṛē haĩ , jissē vikarma vināśh hōtē haĩ .
228It is as though we are sitting in the fire of yoga through which our sins are being absolved.
205Ēk bāp sē prīt buddhi hōnā hai .
229Your intellects must have love for the one Father.
206Sabsē first class māśhūk hai jō tumkō bhī first class banātē haĩ .
230He is your first-class Beloved and He makes you firstclass too.
207Kahā̃ third class mē̃ bakriyō̃ misal travel karnā , kahā̃ air-condition mē̃ . 208Kitnā fark hai .
231There is such a difference between travelling in a third class carriage like goats and travelling in an air-conditioned carriage.
209Yah sab vichār sāgar manthan karnā hai tō tumkō majā āyēgā .
232Churn the ocean of knowledge about all of these things and you will enjoy yourselves.
210Yah bābā bhī kahtē haĩ maĩ bhī bābā kō yād karnē liē bahut māthā mārtā hū̃ .
233This Baba says: I too have to beat my head a great deal in order to remember Baba.
211Sārā din khyālāt chaltī rahtī haĩ .
234These thoughts continue to come throughout the day.
212Tum bachchō̃ kō bhī yahī mēhnat karnī hai .
235This is the effort you children also have to make.
213Achchhā .
236Achcha.
214Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
237To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
215Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
238The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
216Dhārṇā kē liē mukhya sār :
239Essence for dharna:
2171 ) kisī kō bhī ēk rām ( bāp ) key|kī bātō̃ K|kē sivāē dūsrī kōī bhī bātē̃ nahī̃ sunānī hai .
240 1. Do not speak of anything other than the things of Rama (God) to anyone.
218Ēk key|kī bāt dūsrē kō sunānā , parchintan karnā yah dhūtīpanā hai , isē chhōṛ dēnā hai .
241Renounce gossiping and telling stories of someone to one another and thinking about others.
2192 ) ēk bāp kē sāth prīt rakhnī hai .
242 2. Have love for the one Father alone.
220Purānī dēh kā abhimān chhōṛ ēk bāp kī yād sē svayã kō pāvan banānā hai .
243Renounce the arrogance of your old body and make yourself pure by having remembrance of the Father.
Blessing
221Vardān : alaukik naśhē key|kī anubhūti dvārā niśhchay kā pramāṇ dēnē vālē sadā vijayī bhav
244Blessing: May you give the proof of your faith by experiencing spiritual intoxication and becoming constantly victorious.
222Alaukik rūhānī naśhā niśhchay kā darpaṇ hai .
245 Alokik, spiritual intoxication is the mirror of faith.
223Niśhchay kā pramāṇ hai naśhā aur naśhē kā pramāṇ hai khuśhī .
246The proof of faith is intoxication and the proof of intoxication is happiness.
224Jō sadā khuśhī aur naśhē mē̃ rahtē haĩ unkē sāmnē māyā key|kī kōī bhī chāl chal nahī̃ saktī .
247Maya cannot carry out any of her games in front of those who always remain happy and intoxicated.
225Bēphā bādśhāh key|kī bādśhāhī K|kē andar māyā ā nahī̃ saktī .
248Maya cannot enter the kingdom of a carefree emperor.
226Alaukik naśhā sahaj hī purānē saṅsār vā purānē saṅskār bhulā dētā hai isliē sadā ātmik svarūp K|kē naśhē mē̃ , alaukik jīvan K|kē naśhē mē̃ , phariśhtē pan K|kē naśhē mē̃ yā bhaviṣhya K|kē naśhē mē̃ rahō tō vijayī ban jāyēṅgē .
249Spiritual intoxication easily enables you to forget the old world and old sanskars. 250Therefore, constantly maintain the intoxication of your soul-conscious form, the intoxication of your spiritual life, the intoxication of being an angel and the intoxication of the future and you will become victorious.
Slogan
227Slōgan : madhurtā kā guṇ hī brāhmaṇ jīvan key|kī mahāntā hai , isliē madhur banō aur madhur banāō .
251Slogan: The virtue of sweetness is a greatness of Brahmin life; therefore, become sweet and make others sweet.
252*** Om Shanti ***