शुक्रवार 22 मई 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

022-05-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 22/05/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - ēkānt mē̃ baiṭh apnē sāth bātē̃ karō , ham avināśhī ātmā haĩ , bāp sē suntē haĩ , yah practice karō  »

1Essence: Sweet children, sit in solitude and talk to yourself. 2Practise, “I am an imperishable soul and listen to the Father.”

Question

2Praśhna  : jō bachchē yād mē̃ albēlē haĩ , unkē mukh sē kaun-sē bōl nikaltē haĩ  ?

3Question: What words emerge from the mouths of the children who are careless about remembrance?

Answer

3Uttar  : vah kahtē haĩ - ham śhivbābā K|kē bachchē haĩ hī .

4Answer: They say: I am a child of Shiv Baba anyway. 5I am in remembrance. 6However, Baba says: All of that is lies and carelessness. 7You have to make effort to have remembrance.

4Yād mē̃ hī haĩ . 5Lēkin bābā kahtē vah sab gapōṛē haĩ , albēlāpan hai .

8Wake up early in the morning and sit in remembrance while considering yourself to be a soul.

6Ismē̃ tō purūṣhārth karnā hai , savērē uṭh apnē kō ātmā samajh baiṭh jānā hai .

9Have a spiritual conversation with yourself. 10It is the soul that speaks.

7Rūhrihān karnī hai .

11You are now becoming soul conscious.

8Ātmā hī bātchīt kartī hai , abhī tum dēhī-abhimānī bantē hō .

12Only soul-conscious children will keep a chart of remembrance.

9Dēhī-abhimānī bachchē hī yād kā chart rakhē̃gē sirph gyān key|kī labār nahī̃ lagāyēṅgē .

13They will not just tell tall stories of knowledge.

Song

10Gīt  : mukhṛā dēkh lē prāṇī …

14Song: See your face in the mirror of your heart!

Murli

11Ōm śhānti .

15Om shanti.

12Rūhānī bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai ki prāṇ ātmā kō kahā jātā hai .

16You spiritual children have been told that each soul is called a living being.

13Ab bāp ātmāō̃ kō samjhātē haĩ , yah gīt tō bhaktimārg K|kē haĩ . 14Yah tō sirph inkā sār samjhāyā jātā hai .

17The Father now explains to souls. 18That song belongs to the path of devotion; just its essence is explained to you.

15Ab tum jab yahā̃ baiṭhtē hō tō apnē kō ātmā samjhō .

19While you sit here, consider yourselves to be souls.

16Dēh kā bhān chhōṛ dēnā hai .

20Renounce the consciousness of bodies.

17Ham ātmā bahut chhōṭī bindī haĩ .

21I, this soul, am a very tiny point.

18Maĩ hī is śharīr dvārā part bajātī hū̃ .

22I play my part through this body.

19Yah ātmā kā gyān kōī kō hai nahī̃ .

23No one else has this knowledge of souls.

20Yah bāp samjhātē haĩ , apnē kō ātmā samjhō - maĩ chhōṭī ātmā hū̃ .

24The Father says: Consider yourself to be a soul. 25I am a tiny soul.

21Ātmā hī sārā part bajātī hai is śharīr sē , tō dēh-abhimān nikal jāē .

26It is the soul that plays the whole part through the body. 27Body consciousness will then be removed.

22Yah hai mēhnat .

28This is the effort to be made.

23Ham ātmā is sārē nāṭak K|kē actors haĩ .

29We souls are the actors of the whole play.

24Ūñch sē ūñch actor hai parampitā paramātmā .

30The highest Actor of all is the Supreme Father, the Supreme Soul.

25Buddhi mē̃ rahtā hai vah bhī itnī chhōṭī bindī hai , unkī mahimā kitnī bhārī hai .

31It remains in the intellect that He too is a tiny point and yet His praise is so great.

26Gyān kā sāgar , sukh kā sāgar hai . 27Parantu hai chhōṭī bindī .

32He is the Ocean of Knowledge and the Ocean of Happiness and yet He is a tiny point.

28Ham ātmā bhī chhōṭī bindī haĩ .

33We souls are also tiny points.

29Ātmā kō sivāē divya dr̥iṣhṭi K|kē dēkh nahī̃ saktē .

34A soul cannot be seen except with divine vision.

30Yah naī-naī bātē̃ abhī tum sun rahē hō .

35You hear these new aspects at this time.

31Duniyā kyā jānē .

36What does the world know about this?

32Tumhārē mē̃ bhī thōṛē haĩ jō yathārth rīti samajhtē haĩ aur buddhi mē̃ rahtā hai ki ham ātmā chhōṭī bindī haĩ .

37However, among you too, only a few of you understand this accurately and keep it in your intellects that you are tiny points, souls.

33Hamārā bāp is drama mē̃ mukhya actor hai .

38Our Father is the main Actor in this drama.

34Ūñch tē ūñch actor bāp hai , phir phalānē-phalānē ātē haĩ .

39The highest Actor of all is the Father. 40Then there are all the others who come.

35Tum jāntē hō bāp gyān kā sāgar hai parantu śharīr bigar tō gyān sunā na sakē .

41You know that even though the Father is the Ocean of Knowledge, He cannot speak the knowledge without a body.

36Śharīr dvārā hī bōl saktē haĩ .

42It is only when He has a body that He can speak.

37Aśharīrī hōnē sē organs alag hō jātē haĩ .

43When souls are bodiless they are separated from their organs.

38Bhakti mārg mē̃ tō dēhdhāriyō̃ kā hī simraṇ kartē .

44Those on the path of devotion constantly remember bodily beings.

39Parampitā paramātmā K|kē nām , rūp , dēśh , kāl kō hī nahī̃ jāntē .

45They do not know the name, form, land or time of the Supreme Father, the Supreme Soul.

40Bas kah dētē paramātmā nām-rūp sē nyārā hai .

46They simply say that He is beyond name and form.

41Bāp samjhātē haĩ - drama anusār tum jō number one satōpradhān thē , tumkō hī phir satōpradhān bannā hai .

47The Father explains: According to the drama, you, who were the number one satopradhan ones, have to become satopradhan again.

42Tamōpradhān sē satōpradhān bannē kē liē tumhē̃ phir yah avasthā majbūt rakhnī hai ki ham ātmā haĩ , ātmā is śharīr dvārā bāt kartī hai .

48In order to change back from tamopradhan to satopradhan, you have to keep your stage strong: I am a soul. 49The soul is speaking through this body.

43Unmē̃ gyān hai .

50The soul has knowledge.

44Yah gyān aur kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ hai ki hamārī ātmā mē̃ 84 janmō̃ kā part avināśhī nūndhā huā hai .

51The knowledge that there is an imperishable part recorded in each soul is not in anyone else's intellect.

45Yah bahut naī-naī points haĩ .

52These are very new points.

46Ēkānt mē̃ baiṭhkar apnē sāth aisī-aisī bātē̃ karnī hai - ham ātmā hū̃ , bāp sē sun rahā hū̃ .

53Sit in solitude and talk to yourself like this: "I am a soul. 54I listen to the Father.

47Dhārṇā mujh ātmā mē̃ hōtī hai .

55I, this soul, imbibe this knowledge.

48Mujh ātmā mē̃ hī part bharā huā hai .

56This soul is filled with this part.

49Maĩ ātmā avināśhī hū̃ .

57I am an imperishable soul."

50Yah andar ghōṭnā chāhiē .

58You have to grind this into yourself.

51Hamkō tamōpradhān sē satōpradhān bannā hai .

59We have to change from tamopradhan to satopradhan.

52Dēh-abhimānī manuṣhyō̃ kō ātmā kā bhī gyān nahī̃ hai , kitnī baṛī-baṛī kitābē̃ apnē pās|pass rakhtē haĩ .

60Body-conscious human beings do not even have knowledge of what a soul is. 61They keep such big books with them.

53Ahaṅkār kitnā hai .

62They have so much arrogance.

54Yah hai hī tamōpradhān duniyā .

63This is the tamopradhan world.

55Ūñch tē ūñch ātmā tō kōī bhī hai nahī̃ .

64There are no highest-on-high souls here.

56Tum jāntē hō ki ab hamē̃ tamōpradhān sē satōpradhān bannē kā purūṣhārth karnā hai .

65You now know that you have to make effort to change from tamopradhan to satopradhan.

57Is bāt kō andar mē̃ ghōṭnā hai .

66Grind this aspect into yourself.

58Gyān sunānē vālē tō bahut haĩ . 59Parantu yād hai nahī̃ .

67Many of you can relate knowledge, yet there isn’t that remembrance.

60Andar mē̃ vah antarmukhtā rahnī chāhiē .

68There has to be that introspection.

61Hamkō bāp kī yād sē patit sē pāvan bannā hai , sirph paṇḍit nahī̃ bannā hai .

69You have to change from impure to pure by having remembrance of the Father. 70Do not simply become a pundit.

62Is par ēk paṇḍit kā misāl bhī hai - mātāō̃ kō kahtē rām-rām kahnē sē pār hō jāyēṅgē . . . . . . . . . . . . . tō aisē labāṛī nahī̃ bannā hai .

71There is the example of the pundit who told some mothers to say "Rama, Rama" so that they would be able to go across the river. 72Do not tell such lies.

63Aisē bahut haĩ .

73There are many who are like that.

64Samjhātē bahut achchhā haĩ , parantu yōg hai nahī̃ .

74Some explain very well but they do not have any yoga.

65Sārā din dēh-abhimān mē̃ rahtē haĩ .

75They remain body conscious throughout the day.

66Nahī̃ tō bābā kō chart bhējnā chāhiē - ham is samay uṭhtā hū̃ , itnā yād kartā hū̃ .

76Otherwise, they would send their charts to Baba saying what time they wake up and how much remembrance they have.

67Kuchh samāchār nahī̃ dētē .

77Some send no news at all.

68Gyān key|kī bahut labāṛ ( gapp ) mārtē haĩ . 69Yōg hai nahī̃ .

78They just speak a lot of knowledge unnecessarily and have no yoga at all.

70Bhal baṛō̃-baṛō̃ kō gyān dētē haĩ , parantu yōg mē̃ kachchē haĩ .

79Although they give knowledge to important people, they themselves are weak in yoga.

71Savērē uṭh bāp kō yād karnā hai . 72Bābā āp kitnē most beloved hō .

80Wake up early in the morning and remember the Father: Baba, You are the most beloved.

73Kaisā yah vichitr drama banā huā hai .

81This is such a unique, predestined drama.

74Kōī bhī yah rāz nahī̃ jāntē .

82No one understands the secrets of this drama.

75Na ātmā kō , na paramātmā kō jāntē haĩ .

83They neither understand what a soul is nor what the Supreme Soul is.

76Is samay manuṣhya jānvar sē bhī badtar haĩ .

84Human beings are now even worse than animals.

77Ham bhī aisē thē .

85We too were like that.

78Māyā K|kē rājya mē̃ kitnī durdaśhā hō jātī hai .

86You reached such a bad state in Maya’s kingdom.

79Yah gyān tum kōī kō bhī dē saktē hō .

87You can give this knowledge to anyone.

80Bōlō , tum ātmā abhī tamōpradhān hō , tumhē̃ satōpradhān bannā hai .

88Tell them: You are a soul who has now become tamopradhan. 89You have to become satopradhan again.

81Pahlē tō apnē kō ātmā samjhō .

90First of all, consider yourself to be a soul.

82Garībō̃ kē liē tō aur hī sahaj hai .

91It is easier for the poor.

83Sāhūkārō̃ K|kē tō laphaṛē bahut rahtē haĩ .

92The wealthy have a lot of complications.

84Bāp kahtē haĩ - maĩ ātā hī hū̃ sādhāraṇ tan mē̃ . 85Na bahut garīb , na bahut sāhūkār .

93The Father says: I enter an ordinary body; he is neither very poor nor very rich.

86Abhī tum jāntē hō kalp-kalp bāp ākar hamkō yahī śhikṣhā dētē haĩ ki pāvan kaisē banō .

94You now know that the Father comes at this time every cycle and advises us how to become pure.

87Bākī tumhārī dhandhē ādi mē̃ khiṭpiṭ hai , uskē liē bābā nahī̃ āyē haĩ .

95Baba has not come to advise you about the complications of your business.

88Tum tō bulātē hī hō hē patit-pāvan āō , tō bābā pāvan bannē key|kī yukti batlātē haĩ .

96You called out: O Purifier come! 97Therefore, Baba shows you the way to become pure.

89Yah brahmā khud bhī kuchh nahī̃ jāntē thē .

98This Brahma didn’t know anything himself.

90Actor hōkar aur drama K|kē ādi-madhy-ant kō na jānē̃ tō unhē̃ kyā kahē̃gē .

99If you are an actor and don’t know the beginning, middle or end of a drama, what would you be called?

91Ham ātmā is sr̥iṣhṭi chakra mē̃ actor haĩ , yah bhī kōī jāntē nahī̃ .

100We souls are actors in this world cycle, but no one knows how this is.

92Bhal kah dētē haĩ ātmā mūlvatan mē̃ nivās kartī hai parantu anubhav sē nahī̃ kahtē .

101Although they say that souls reside in the incorporeal world, they do not say that from experience.

93Tum tō abhī practical mē̃ jāntē hō - ham ātmā mūlvatan K|kē rahvāsī haĩ .

102You souls now know practically that you are residents of the incorporeal world.

94Ham ātmā avināśhī haĩ .

103You souls are imperishable.

95Yah tō buddhi mē̃ yād rahnā chāhiē .

104Keep this in your intellects.

96Bahutō̃ kā yōg bilkul hai nahī̃ . 97Dēh-abhimān K|kē kāraṇ phir mistakes bhī bahut hōtī haĩ .

105There are many who have no yoga at all and then, because of their body consciousness, they make many mistakes.

98Mūl bāt hai hī dēhī-abhimānī bannā .

106The main thing is to become soul conscious.

99Yah phurnā rahnā chāhiē hamkō satōpradhān bannā hai .

107You should be concerned about becoming satopradhan.

100Jin bachchō̃ kō satōpradhān bannē key|kī tāt ( lagan ) hai , unkē mukh sē kabhī patthar nahī̃ nikalē̃gē .

108The children who are concerned about becoming satopradhan never let stones emerge from their mouths.

101Kōī bhūl huī tō jhaṭ bāp kō report karē̃gē . 102Bābā hamsē yah bhūl huī .

109If they make a mistake, they instantly report it to the Father: Baba, I made this mistake.

103Kṣhamā karnā .

110Please forgive me!

104Chhipāyēṅgē nahī̃ .

111They would not hide it.

105Chhipānē sē vah aur hī vr̥iddhi kō pātī hai .

112When it’s hidden, it increases even more.

106Bābā kō samāchār dētē rahō .

113Continue to tell your news to Baba.

107Bābā likh dēgē tumhārā yōg ṭhīk nahī̃ .

114Baba will reply: Your yoga is not accurate.

108Pāvan bannē key|kī hī mukhya bāt hai .

115The main thing is to become pure.

109Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ 84 janmō̃ key|kī kahānī hai .

116The story of 84 births is in the intellects of you children.

110Jitnā hō sakē bas yahī chintā lagī rahē satōpradhān bannā hai .

117As much as possible, just be concerned about becoming satopradhan.

111Dēh-abhimān kō chhōṛ dēnā hai .

118Renounce body consciousness.

112Tum hō rājr̥iṣhi .

119You are Raja Rishis.

113Haṭhyōgī kabhī rājyōg sikhlā na sakē̃ .

120Hatha yogis can never teach Raja Yoga.

114Rājyōg bāp hī sikhlātē haĩ .

121Only the Father can teach Raja Yoga.

115Gyān bhī bāp hī dētē haĩ .

122Only the Father gives this knowledge.

116Bākī is samay hai tamōpradhān bhakti .

123At this time devotion is tamopradhan.

117Gyān sirph bāp saṅgam par hī ākar sunātē haĩ .

124The Father only comes at the confluence age to give this knowledge.

118Bāp āyē haĩ tō bhakti khatm hōnī hai , yah duniyā bhī khatm hō jānī hai .

125Now that the Father has come, devotion has to end and this world too has to end.

119Gyān aur yōg sē satyug key|kī sthāpanā hōtī hai .

126The golden age is established through this knowledge and yoga.

120Bhakti chīz hī alag hai .

127Devotion is completely separate.

121Manuṣhya phir kah dētē duḥkh-sukh yahā̃ hī hai .

128People say that happiness and sorrow both exist here.

122Abhī tum bachchō̃ par baṛī responsibility hai .

129You children have a great responsibility.

123Apnā kalyāṇ karnē key|kī yukti rachtē rahō .

130Continue to create ways to benefit yourself.

124Yah bhī samjhāyā hai pāvan duniyā hai śhāntidhām aur sukhdhām .

131It has also been explained that the pure worlds are the land of peace and the land of happiness.

125Yah hai aśhāntidhām , duḥkhdhām .

132This is the land of peacelessness, the land of sorrow.

126Pahlī mukhya bāt hai yōg key|kī .

133The first and main thing is yoga.

127Yōg nahī̃ hai tō gyān key|kī labār hai sirph paṇḍit muāphik .

134If you don't have yoga, you just speak a lot of knowledge unnecessarily like pundits.

128Ājkal tō riddhi-siddhi bhī bahut nikalī hai , insē gyān kā connection nahī̃ hai .

135Nowadays, there is a lot of occult power. 136That has no connection with knowledge.

129Manuṣhya kitnā jhūṭh mē̃ phansē huē haĩ . 130Patit haĩ .

137People are trapped so much in falsehood; they are impure.

131Bāp khud kahtē haĩ maĩ patit duniyā , patit śharīr mē̃ ātā hū̃ .

138The Father Himself says: I come into the impure world, into an impure body. 139No one here is pure.

132Pāvan tō kōī yahā̃ hai hī nahī̃ .

140This one doesn’t call himself God.

133Yah tō apnē kō bhagvān kahtē nahī̃ .

141He says: I too am impure.

134Yah tō kahtē haĩ maĩ bhī patit hū̃ , pāvan hōṅgē tō phariśhtā ban jāyēṅgē .

142When I become pure, I will become an angel. 143You too will become pure angels.

135Tum bhī pavitra fariśhtā ban jāyēṅgē .

144The main thing is how we can become pure.

136Tō mūl bāt yahī hai ki ham pāvan kaisē banē̃ .

145Remembrance is absolutely essential for this.

137Yād bahut jarūrī hai . 138Jō bachchē yād mē̃ albēlē haĩ vah kahtē haĩ - ham śhivbābā K|kē bachchē tō haĩ hī .

146The children who are careless about remembrance say: We are Shiv Baba's children anyway.

139Yād mē̃ hī haĩ .

147We stay in remembrance of Baba.

140Lēkin bābā kahtē vah sab gapōṛē haĩ .

148However, Baba says: All of that is a lie!

141Albēlāpan hai .

149It is carelessness!

142Ismē̃ tō purūṣhārth karnā hai savērē uṭh apnē kō ātmā samajh baiṭh jānā hai . 143Rūhrihān karnī hai .

150You have to make effort for this remembrance. 151Wake up early in the morning and sit in remembrance considering yourselves to be souls.

144Ātmā hī bātchīt kartī hai nā .

152Have a heart-to-heart conversation.

145Abhī tum dēhī-abhimānī bantē hō .

153It is the soul that speaks.

146Jō kōī kā kalyāṇ kartā hai tō unkī mahimā bhī kī jātī hai nā .

154You are now becoming soul conscious. 155Praise is sung of those who benefit others.

147Vah hōtī hai dēh key|kī mahimā . 148Yah tō hai nirākār parampitā paramātmā key|kī mahimā .

156That is praise of the body whereas this praise is of the Incorporeal, Supreme Father, Supreme Soul.

149Iskō bhī tum samajhtē hō .

157You understand this.

150Yah sīṛhī aur kōī key|kī buddhi mē̃ thōṛēhī hōgī . 151Ham 84 janm kaisē lētē haĩ , nīchē utartē ātē haĩ .

158The knowledge of the ladder and how we take 84 births while we come down would not be in the intellect of anyone else.

152Ab tō pāp kā ghaṛā bhar gayā hai , vah sāph kaisē hō  ?

159The urn of sin has now become full. 160How can that be cleaned?

153Isliē bāp kō bulātē haĩ .

161This is why you call the Father.

154Tum hō pāṇḍav sampradāy .

162You belong to the Pandava community.

155Religio bhī political bhī hō .

163You are religio-political.

156Bābā sab religion key|kī bāt samjhātē haĩ .

164Baba explains things of all religions.

157Dūsrā kōī samjhā na sakē . 158Bākī vah dharm sthāpan karnē vālē kyā kartē haĩ , unkē pichhāṛī tō aurō̃ kō bhī nīchē ānā paṛtā hai .

165No one else can explain them to you like this. 166What do all the founders of religions do? 167Their followers have to come down after them.

159Bākī vah kōī mōkṣh thōṛēhī dētē .

168They are not able to grant anyone eternal liberation.

160Bāp hī pichhāṛī mē̃ ākar sabkō pavitra banāē vāpis lē jātē haĩ , isliē us ēk K|kē sivāē aur kōī key|kī mahimā hai nahī̃ .

169Only when the Father comes at the end can everyone be made pure and be taken back home. 170This is why there is no praise of anyone but Him.

161Brahmā key|kī vā tumhārī kōī mahimā nahī̃ .

171There is no praise of Brahma or of you.

162Bābā na ātā tō tum bhī kyā kartē .

172What would you do if Baba hadn’t come?

163Ab bāp tumkō chaṛhtī kalā mē̃ lē jātē haĩ .

173The Father has now brought you into your ascending stage.

164Gātē bhī haĩ tērē bhānē sarv kā bhalā .

174It is sung: When your stage ascends, everyone benefits.

165Parantu arth|earth thōṛēhī samajhtē haĩ .

175However, no one understands the meaning of this.

166Mahimā tō bahut kartē haĩ .

176They just sing a lot of praise.

167Ab bāp nē samjhāyā hai akāl tō ātmā hai , unkā yah takht hai .

177The Father has now explained that it is the soul that is immortal and that this is its throne.

168Ātmā avināśhī hai . 169Kāl kabhī khātā nahī̃ .

178Souls are imperishable; they can never die.

170Ātmā kō ēk śharīr chhōṛ dūsrā part bajānā hai .

179A soul leaves his body and takes another to play another part.

171Bākī lēnē kē liē kōī kāl ātā thōṛēhī hai .

180It isn't that the demons of death come and take him away.

172Tumkō kōī K|kē śharīr chhōṛnē kā duḥkh nahī̃ hōtā hai .

181When someone leaves his body, you should not feel unhappy.

173Śharīr chhōṛkar dūsrā part bajānē gayā , rōnē key|kī kyā darkār hai .

182That soul has simply renounced one body and gone to play another part.

174Ham ātmā bhāī haĩ .

183What is there to cry about?

175Yah bhī tum abhī jāntē hō .

184You now understand how we souls are all brothers.

176Gātē haĩ ātmāyē̃ paramātmā alag rahē bahukāl . . . . bāp kahā̃ ākar miltē haĩ .

185It is sung: Souls remained separated from the Supreme Soul for a long time. 186Where does the Father come to meet you?

177Yah bhī nahī̃ jāntē .

187They don't even know this.

178Abhī tumkō her|har bāt key|kī samjhānī miltī hai .

188Everything is now being explained to you.

179Kab sē suntē hī ātē hō .

189You have been hearing those things for such a long time!

180Kōī kitāb ādi thōṛēhī uṭhātē haĩ .

190That One doesn’t have any books etc.

181Sirph refer kartē haĩ samjhānē kē liē .

191He simply refers to them in order to explain to you.

182Bāp sachchā tō sachchī rachnā rachtē haĩ . 183Sach batātē haĩ .

192The Father is the Truth and so He creates the true creation.

184Sach sē jīt , jhūṭh sē hār .

193He tells you the truth.

185Sachchā bāp sachkhaṇḍ key|kī sthāpanā kartē haĩ .

194There is victory through truth and defeat through falsehood.

186Rāvaṇ sē tumnē bahut hār khāī hai .

195The true Father establishes the land of truth.

187Yah sab khēl banā huā hai .

196You have been defeated by Ravan many times.

188Abhī tum jāntē hō hamārā rājya sthāpan hō rahā hai phir yah sab hōṅgē nahī̃ .

197All of this is predestined in the drama. 198You know that your kingdom is now being established.

189Yah tō sab pīchhē āyē haĩ .

199Then all of this will not exist.

190Yah sr̥iṣhṭi chakra buddhi mē̃ rakhnā kitnā sahaj hai .

200All of this comes later. 201It is so easy to keep this world cycle in your intellects.

191Jō purūṣhārthī bachchē haĩ vō ismē̃ khuśh nahī̃ hōṅgē ki ham gyān tō bahut achchhā sunātē haĩ .

202Effort-making children will not become happy simply with the fact that they speak knowledge very well.

192Sāth mē̃ yōg aur manners bhī dhāraṇ karē̃gē .

203Together with that, they will also have yoga and imbibe good manners.

193Tumhē̃ bahut-bahut mīṭhā bannā hai .

204You have to become very sweet.

194Kōī kō duḥkh nahī̃ dēnā hai .

205You must not cause anyone sorrow.

195Pyār sē samjhānā chāhiē .

206Explain to others with a lot of love.

196Pavitratā par bhī kitnā haṅgāmā hōtā hai .

207There is so much upheaval because of purity.

197Vah bhī drama anusār hōtā hai . 198Yah banā banāyā drama hai nā .

208This happens according to the drama; it is predestined in the drama.

199Aisē nahī̃ drama mē̃ hōgā tō milēgā .

209However, it isn't that you receive something if it is in the drama.

200Nahī̃ , mēhnat karnī hai .

210No, you do have to make effort for it.

201Dēvtāō̃ misal daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ .

211You have to imbibe divine virtues like the deities have.

202Lūnpānī nahī̃ bannā hai .

212You must not become like salt water.

203Dēkhnā chāhiē ham ulṭī chalan chalkar bāp key|kī ijjat tō nahī̃ ganvātē haĩ  ?

213Check that you do not behave badly or cause the Father's honour to be lost.

204Satgurū kā nindak ṭhaur na pāyē .

214Anyone who defames the Satguru cannot claim a high status.

205Yah tō sat bāp hai , sat teacher hai .

215That One is the true Father and the true Teacher.

206Ātmā kō ab smr̥iti rahtī hai . 207Bābā gyān kā sāgar , sukh kā sāgar hai .

216You souls are now aware that the Father is the Ocean of Knowledge and the Ocean of Happiness.

208Jarūr gyān dēkar gayā hū̃ tab tō gāyan hōtā hai .

217He definitely gave this knowledge previously and departed. 218This is why He is remembered.

209Inkī ātmā mē̃ kōī gyān thā kyā  ?

219This one’s soul had no knowledge previously.

210Ātmā kyā , drama kyā hai - kōī bhī nahī̃ jāntē .

220No one knows what a soul is or what the drama is.

211Jānnā tō manuṣhyō̃ kō hī hai nā .

221Human beings have to be given this knowledge.

212Rūdra yagya rachtē haĩ tō ātmāō̃ key|kī pūjā kartē haĩ , unkī pūjā achchhī vā daivī śharīrō̃ key|kī pūjā achchhī  ?

222People create a sacrificial fire of Rudra and they worship souls. 223Is the worship of souls better than the worship of the bodies of divine beings?

213Yah śharīr tō 5 tatvō̃ kā hai isliē ēk śhivbābā key|kī pūjā hī avyabhichārī pūjā hai .

224Bodies are created out of the five elements. 225This is why only the worship of Shiv Baba is unadulterated.

214Abhī us ēk sē hī sunnā hai isliē kahā jātā hai hear no evil . . . . . glānī key|kī kōī bāt na sunō .

226You must now only listen to that One alone. 227Therefore, it is said: Hear no evil! 228Stop listening to defamatory things.

215Mujh ēk sē hī sunō .

229Listen to Me alone.

216Yah hai avyabhichārī gyān .

230This knowledge is unadulterated.

217Mukhya bāt hai jab dēh-abhimān ṭūṭēgā tab hī tum śhītal banē̃gē .

231The main thing is: only when your body consciousness is broken can you become cool and calm.

218Bāp kī yād mē̃ rahē̃gē tō mukh sē bhī ulṭā-sulṭā bōl nahī̃ bōlē̃gē , kudr̥iṣhṭi nahī̃ jāyēgī .

232If you stayed in remembrance of the Father, you would never say wrong things. 233There wouldn’t be bad vision either.

219Dēkhtē huē jaisē dēkhē̃gē nahī̃ . 220Hamārā gyān kā tīsrā nētra khulā huā hai .

234While looking at everything, it would be as though you didn’t see anything. 235Our third eye of knowledge is now open.

221Bāp nē ākar trinētrī , trikāldarśhī banāyā hai .

236The Father has come and made us trinetri and trikaldarshi.

222Ab tumkō tīnō̃ kālō̃ , tīnō̃ lōkō̃ kā gyān hai .

237You now have the knowledge of the three aspects of time and the three worlds.

223Achchhā .

238Achcha.

224Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

239To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

225Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

240The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

226Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

241Essence for dharna:

2271 ) gyān sunānē K|kē sāth-sāth yōg mē̃ bhī rahnā hai .

242 1. Together with listening to knowledge, also remain in yoga.

228Achchhē manners dhāraṇ karnē haĩ .

243Imbibe good manners.

229Bahut mīṭhā bannā hai .

244Become very sweet.

230Mukh sē kabhī patthar nahī̃ nikālnē haĩ .

245Never let stones emerge from your mouth.

2312 ) antarmukhī ban ēkānt mē̃ baiṭh apnē āp sē rūhrihān karnī hai .

246 2. Sit in solitude, become introspective and talk to yourself.

232Pāvan bannē key|kī yuktiyā̃ nikālnī haĩ .

247Create ways to become pure.

233Savērē-savērē uṭhkar bāp kō baṛē pyār sē yād karnā hai .

248Wake up early in the morning and remember the Father with a lot of love.

Blessing

234Vardān  : sarv K|kē dil kā pyār prāpt karnē vālē nyārē , pyārē , niḥsaṅkalpa bhav

249Blessing: May you be detached, loving and free from other thoughts and receive everyone’s love from the hearts.

235Jin bachchō̃ mē̃ nyārē aur pyārē rahnē kā guṇ vā niḥsaṅkalpa rahnē key|kī viśhēṣhtā hai arthāt jinhē̃ yah vardān prāpt hai vē|way sarv K|kē priya ban jātē haĩ kyōṅki nyārē pan sē sabkē dil kā pyār svataḥprāpt hōtā hai .

250 The children who have the virtue of being detached and loving and the speciality of being free from any other thoughts, that is, those who have this blessing are loved by everyone. 251This is because, by remaining detached, they automatically receive everyone’s love from the heart.

236Vē|way apnī śhaktiśhālī niḥ saṅkalp sthiti vā śhrēṣhṭh karma dvārā anēkō̃ key|kī sēvā kē nimitt bantē haĩ isliē svayã bhī santuṣhṭ rahtē aur dūsrō̃ kā bhī kalyāṇ kartē haĩ .

252With their powerful stage of being free from any other thoughts and their elevated karma, they become instruments to serve many. 253Therefore, they remain content and they also benefit others.

237Unhē̃ her|har kārya mē̃ saphaltā svataḥprāpt hōtī hai .

254They automatically receive success in every task they do.

Slogan

238Slōgan  : ēk «  bābā  » śhabda hī sarv khajānō̃ key|kī chābī hai - is chābī kō sadā sambhālkar rakhō .

255Slogan: The one word “Baba” is the key to all treasures. 256Always look after this key carefully.

257*** Om Shanti ***