शनिवार 4 जुलाई 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
004-07-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 04/07/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - ūñch bannā hai tō apnā pōtāmēl rōz dēkhō , kōī bhī karmēndriy dhōkhā na dē , āṅkhē̃ bahut dhōkhēbāj haĩ insē sambhāl karō ' '
1Essence: Sweet children, if you want to become elevated, examine your chart every day to see that none of your physical organs deceive you. 2The eyes are very deceitful. 3Therefore, remain very cautious with them.
Question
2Praśhna : sabsē burī ādat kaun-sī hai , unsē bachnē kā upāya kyā hai ?
4Question: What is the worst habit of all and what is the way to remain safe from it?
Answer
3Uttar : sabsē burī ādat hai - jabān kā svād .
5Answer: The worst habit is to please your taste buds. 6When some of you see something nice, you eat it secretly. 7To hide something means to steal.
4Kōī achchhī chīz dēkhī tō chhipākar khā lē̃gē . 5Chhipānā arthāt chōrī .
8Maya, in the form of stealing, catches hold of many by their nose and ears.
6Chōrī rūpī māyā bhī bahutō̃ kō nāk kān sē pakaṛ lētī hai . 7Issē bachnē kā sādhan jab bhī kahā̃ buddhi jāē tō khud hī khud kō sazā dō .
9The way to remain safe from this habit is to punish yourself when your intellect is being pulled by something.
8Burī ādatō̃ kō nikālnē kē liē apnē āpkō khūb phaṭkār lagāō .
10In order to remove your bad habits you have to punish yourself a great deal.
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Ātma-abhimānī hōkar baiṭhē hō ?
12Are you sitting here in soul consciousness?
11Har ēk bāt apnē āpsē pūchhnī hōtī hai .
13You have to ask yourself everything.
12Ham ātma-abhimānī hō baiṭhē haĩ aur bāp kō yād kar rahē haĩ ?
14Am I sitting here in soul consciousness and remembering the Father?
13Gāyā huā bhī hai śhiv śhakti pāṇḍav sēnā .
15The Shiv Shakti Pandava Army has been remembered.
14Yah śhivbābā key|kī sēnā baiṭhī hai nā .
16You are Shiv Baba’s army sitting here.
15Us jismānī sēnā mē̃ sirph javān hōtē haĩ , būṛhē vā bachchē ādi nahī̃ .
17In that physical army, there are just young men; there aren’t any old people or children etc.
16Is sēnā mē̃ tō būṛhē , bachchē , javān ādi sab baiṭhē haĩ .
18In this army, there are young, old and children etc. 19All are sitting here.
17Yah hai māyā par jīt pānē kē liē sēnā .
20This is the army for conquering Maya.
18Har ēk kō māyā par jīt pākar bāp sē bēhad kā varsā lēnā hai .
21Each one of you has to conquer Maya and claim your unlimited inheritance from the Father.
19Bachchē jāntē haĩ māyā baṛī prabal hai .
22You children know that Maya is very powerful.
20Karmēndriyā̃ hī sabsē jāstī dhōkhā dētī haĩ .
23Your physical organs deceive you the most.
21Chart mē̃ yah bhī likhō ki āj kaun-sī karmēndriy nē dhōkhā diyā ?
24Write in your chart which physical organ deceived you today.
22Āj phalānī kō dēkhā tō dil huī inkō hāth lagāyē̃ , yah karē̃ .
25“Today, I saw so-and-so and wanted to touch her.” 26The eyes cause a lot of damage.
23Āṅkhē̃ bahut nuksān kartī haĩ .
27Examine each of the physical organs.
24Har ēk karmēndriy dēkhō , kaun-sī karmēndriy bahut nuksān kartī hai ?
28Which physical organ causes the most damage? 29There is the example of Surdas based on this (he blinded himself).
25Sūrdās kā bhī is par misāl dētē haĩ .
30You have to check yourself.
26Apnī jāñch rakhnī chāhiē .
31The eyes can deceive you a lot.
27Āṅkhē̃ bahut dhōkhā dēnē vālī haĩ .
32Maya deceives even good children.
28Achchhē-achchhē bachchō̃ kō bhī māyā dhōkhā dē dētī hai .
33Even though they do very good service, their eyes deceive them a great deal.
29Bhal service achchhī kartē haĩ parantu āṅkhē̃ dhōkhā dētī haĩ .
34You have to pay great attention because they are your enemy.
30Is par baṛī jāñch rakhnī hōtī hai kyōṅki duśhman hai nā .
35They make you destroy your status. 36Sensible children should note this down very well.
31Hamārē pad kō bhraṣhṭa kar dētī hai .
37Keep a diary in your pocket.
32Jō sensible bachchē haĩ , unhō̃ kō achchhī rīti note karnā chāhiē .
38On the path of devotion, when their intellects go in the wrong direction, they pinch themselves.
33Diary pocket mē̃ paṛī hō .
39You too should punish yourselves.
34Jaisē bhakti mārg mē̃ buddhi aur taraph bhāgtī hai tō apnē kō chuṭkī kāṭtē haĩ .
40You have to remain very cautious. 41Check that your physical organs are not deceiving you.
35Tumkō bhī sazā dēnī chāhiē .
42If they do, then step away.
36Baṛī khabardārī rakhnī chāhiē .
43Do not remain standing there looking at that person.
37Karmēndriyā̃ dhōkhā tō nahī̃ dētī ! 38Kinārā kar lēnā chāhiē .
44There is a great deal of upheaval (of bad vision) between men and women.
39Khaṛā hōkar dēkhnā bhī nahī̃ chāhiē .
45As soon as they see one another, there is the vision of vice.
40Strī-purūṣh kā hī bahut haṅgāmā hai .
46This is why sannyasis sit with their eyes closed.
41Dēkhnē sē kām vikār key|kī dr̥iṣhṭi jātī hai isliē sannyāsī lōg āṅkhē̃ band karkē baiṭhtē haĩ .
47Some sannyasis sit with their backs to women. 48What do those sannyasis receive?
42Kōī-kōī sannyāsī tō strī kō pīṭh dēkar baiṭhtē haĩ .
49They would collect one or two million or even a billion.
43Un sannyāsiyō̃ ādi kō kyā miltā hai ?
50When they die, everything is finished.
44Karkē 10-20 lākh , krōṛ ikaṭṭhā karē̃gē .
51Then, they would accumulate money again in their next birth.
45Mar gayē tō khalās . 46Phir dūsrē janm mē̃ ikaṭṭhā karnā paṛē .
52Whatever you children receive now becomes your imperishable inheritance.
47Tum bachchō̃ kō tō jō kuchh miltā hai vah avināśhī varsā hō jātā hai .
53There is no greed for wealth there. 54You lack nothing there for which you would have to beat your head.
48Vahā̃ dhan key|kī lālach hōtī hī nahī̃ . 49Aisī kōī aprāpti hōtī nahī̃ , jiskē liē māthā mārnā paṛē .
55There is the difference of day and night between the end of the iron age and the beginning of the golden age.
50Kaliyug ant aur satyug ādi mē̃ rāt-din kā fark hai .
56There is limitless happiness there; there is nothing here.
51Vahā̃ tō apār sukh hōtā hai . 52Yahā̃ kuchh bhī nahī̃ . 53Bābā hamēśhā kahtē haĩ - saṅgam akṣhar kē sāth purūṣhōttam akṣhar jarūr likhō .
57Baba constantly says: Definitely write the words “most elevated” with the word “confluence”. 58You have to speak the words clearly because it becomes easy to explain.
54Sāph-sāph akṣhar bōlnē chāhiē . 55Samjhānē mē̃ sahaj hōtā hai .
59It is said that human beings were transformed into deities.
56Manuṣhya sē dēvtā kiyē … tō jarūr saṅgam par hī āyēgā nā dēvtā banānē , narkvāsī kō svargvāsī banānē .
60Therefore, He would surely have to come at the confluence age to make them into deities, to change the residents of hell into the residents of heaven.
57Manuṣhya tō ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .
61Human beings are in extreme darkness.
58Svarg kyā hōtā hai , patā hī nahī̃ .
62They don’t know what heaven is.
59Aur dharm vālē tō svarg kō dēkh bhī nahī̃ saktē isliē bābā kahtē haĩ tumhārā dharm bahut sukh dēnē vālā hai .
63Those of other religions are unable even to see heaven. 64This is why Baba says: Your religion is one that gives a great deal of happiness.
60Unkō kahtē hī haĩ heaven .
65That place is called heaven.
61Parantu yah thōṛēhī samajhtē haĩ ki ham bhī heaven mē̃ jā saktē haĩ .
66However, they don’t understand that they too can go to heaven. 67No one knows this.
62Kiskō bhī patā nahī̃ hai .
68The people of Bharat have forgotten this.
63Bhāratvāsī yah bhūl gayē haĩ . 64Heaven kō lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ .
69They say that heaven existed hundreds of thousands of years ago.
65Kriściyan lōg khud kahtē haĩ 3 hazār varṣh pahlē heaven thā .
70Christians themselves say that heaven existed 3000 years before Christ.
66Lakṣhmī-nārāyaṇ kō kahtē hī haĩ god-goddess .
71Lakshmi and Narayan are called a goddess and god.
67Jarūr god hī god-goddess banāyēṅgē .
72It would surely be God who creates gods and goddesses.
68Tō mēhnat karnī chāhiē .
73So, you have to make effort.
69Rōz apnā pōtāmēl dēkhnā chāhiē .
74Check your chart every day.
70Kaunsī karmēndriy nē dhōkhā diyā ?
75Which physical organ deceived you?
71Jabān bhī kōī cum|kam nahī̃ .
76The tongue is no less.
72Kōī achchhī chīz dēkhī tō chhipākar khā lē̃gē .
77Whenever some of you see something good, you eat it secretly.
73Samajhtē thōṛēhī haĩ ki yah bhī pāp haĩ . 74Chōrī huī nā . 75Sō bhī śhivbābā K|kē yagya sē chōrī karnā bahut kharāb hai .
78You don’t understand that that is a sin, that it is stealing and that, to steal from Shiv Baba’s yagya too is very bad.
76Kakh kā chōr sō lakh kā chōr kahā jātā hai . 77Bahutō̃ kō māyā nāk sē pakaṛtī rahtī hai .
79Anyone who even steals a straw could have the habit of stealing a thousand.
78Yah sab burī ādatē̃ nikālnī haĩ .
80Maya catches hold of many by their nose.
79Apnē par phaṭkār ḍālnī chāhiē .
81All of those bad habits have to be removed.
80Jab tak burī ādatē̃ haĩ tab tak ūñch pad pā nahī̃ sakē̃gē . 81Svarg mē̃ jānā tō baṛī bāt nahī̃ hai .
82You should continue to punish yourself. 83For as long as you still have bad habits, you will not be able to claim a high status.
82Parantu kahā̃ rājā-rānī kahā̃ prajā !
84It is not a big thing to go to heaven.
83Tō bāp kahtē haĩ karmēndriyō̃ key|kī baṛī jāñch karnī chāhiē .
85However, there is such a great difference between being a king or queen and a subject.
84Kaun-sī karmēndriy dhōkhā dētī hai ?
86So, the Father says: Keep a check on your physical organs.
85Pōtāmēl nikālnā chāhiē .
87Which physical organs deceive you?
86Vyāpār hai nā .
88Keep a chart because this too is a business.
87Bāp samjhātē haĩ mērē sē vyāpār karnā hai , ūñch pad pānā hai tō śhrīmat par chalō .
89The Father explains: If you want to do business with Me, if you want to claim a high status, follow shrimat.
88Bāp direction dēgē , usmē̃ bhī māyā vighna ḍālēgī . 89Karnē nahī̃ dēgī .
90The Father gives you directions, but Maya puts obstacles in your way; she doesn’t allow you to follow them.
90Bāp kahtē haĩ yah bhūlō mat . 91Ġaphlat karnē sē phir bahut pachhatāyēṅgē . 92Kabhī ūñch pad nahī̃ pāyēṅgē .
91The Father says: Don’t forget that when you make mistakes, you will have to repent a great deal and never be able to claim a high status.
93Abhī tō khuśhī sē kahtē haĩ ham nar sē nārāyaṇ banē̃gē parantu apnē sē pūchhtē rahō - kahā̃ karmēndriyā̃ dhōkhā tō nahī̃ dētī haĩ ?
92At the moment, you happily say that you will become Narayan from an ordinary human. 93However, you must continue to ask yourself: Are my physical organs deceiving me?
94Apnī unnati karnī hai tō bāp jō direction dētē haĩ usē amal mē̃ lāō .
94In order to make progress, continue to put into practice the directions that the Father gives you.
95Sārē din kā pōtāmēl dēkhō .
95Look at your chart for the whole day.
96Bhūlē̃ tō bahut hōtī rahtī haĩ .
96Many mistakes continue to be made.
97Āṅkhē̃ baṛā dhōkhā dētī haĩ .
97The eyes deceive you a great deal.
98Taras paṛēgā - inkō khilāū̃ , saugāt dū̃ .
98Sometimes, you feel pity for someone and you want to give that one some food or a gift.
99Apnā bahut time west|waste kar lētē haĩ .
99A great deal of time is wasted in that.
100Mālā kā dānā bannē mē̃ baṛī mēhnat hai .
100It takes great effort to become a bead of the rosary.
1018 ratna haĩ mukhya .
101The eight jewels are the main ones.
1029 ratna kahtē haĩ .
102Nine jewels are spoken of.
103Ēk tō bābā , bākī haĩ 8 , bābā key|kī niśhānī tō chāhiē nā bīch mē̃ , kōī grahachārī ādi ātī hai tō 9 ratna key|kī aṅgūṭhī ādi pahnātē haĩ .
103One is Baba and then there are the other eight beads. 104The one in the middle symbolizes Baba. 105When people experience bad omens, they are given a ring of nine jewels to wear.
104Itnē ḍhēr purūṣhārth karnē vālō̃ sē 8 nikaltē haĩ - pass with honours .
106Out of so many effort-makers, eight emerge who pass with honours.
1058 ratnō̃ key|kī bahut mahimā hai .
107There is a great deal of praise of the eight jewels.
106Dēh-abhimān mē̃ ānē sē karmēndriyā̃ bahut dhōkhā dētī haĩ .
108When you become body conscious, your physical organs deceive you.
107Bhakti mē̃ bhī chintā rahtī hai nā , sir par pāp bahut haĩ - dān-puṇya karē̃ tō pāp miṭ jāē̃ .
109They also have this concern on the path of devotion, that there is a burden of many sins on their heads.
108Satyug mē̃ kōī chintā key|kī bāt nahī̃ kyōṅki vahā̃ rāvaṇ-rājya hī nahī̃ .
110They feel that if they give a donation or perform charity, their sins can be erased.
109Vahā̃ bhī aisī bātē̃ hō phir tō nark aur svarg mē̃ kuchh fark hī na rahē .
111There is nothing to worry about in the golden age because there is no kingdom of Ravan there.
110Tumkō itnā ūñch pad pānē kē liē bhagvān baiṭh paṛhātē haĩ . 111Bābā yād nahī̃ paṛtā hai , achchhā paṛhānē vālā teacher tō yād paṛē .
112If the same thing were to happen there that happens here, there would not be any difference between heaven and hell. 113God sits here and teaches you how to claim such a high status.
112Achchhā bhalā yah yād karō ki hamārā ēk hī bābā satgurū hai .
114If you can’t remember Baba, then remember the Teacher who is teaches you.
113Manuṣhyō̃ nē āsurī mat par bāp kā kitnā tiraskār kiyā hai .
115Then, you can also remember that only our one Baba is the Satguru.
114Bāp ab sab par upkār kartē haĩ . 115Tum bachchō̃ kō bhī upkār karnā chāhiē .
116By following devilish dictates, human beings have dishonoured the Father so much.
116Kisī par bhī apkār nahī̃ , kudr̥iṣhṭi bhī nahī̃ .
117The Father now uplifts everyone. 118You children also have to uplift everyone.
117Apnā hī nuksān kartē haĩ . 118Vah vibration phir dūsrō̃ par bhī asar kartā hai .
119Neither should there be any defamation of anyone nor should there be impure vision towards anyone.
119Bāp kahtē haĩ bahut baṛī mañjil hai .
120Otherwise, you will cause yourself a loss.
120Rōz apnā pōtāmēl dēkhō - kōī vikarma tō nahī̃ banāyā ?
121Those vibrations will then also affect others. 122The Father says: The destination is very high.
121Yah hai hī vikarmī duniyā , vikarmī saṃvat .
123Look at your chart every day: did I perform any sinful acts?
122Vikarmājīt dēvtāō̃ K|kē saṃvat kā kōī kō patā nahī̃ .
124This is the world of sinful acts, the era of performing sinful acts.
123Bāp samjhātē haĩ , vikarmājīt saṃvat kō 5 hazār varṣh huē phir bād mē̃ vikarma saṃvat śhurū hōtā hai .
125No one knows about the era of the deities who conquered sinful acts. 126The Father explains that it is 5000 years since the era of conquering sin began.
124Rājāyē̃ bhī vikarma hī kartē rahtē haĩ , tab bāp kahtē haĩ karma-akarma-vikarma kī gati maĩ tumkō samjhātā hū̃ . 125Rāvaṇ rājya mē̃ tumhārē karma vikarma ban jātē haĩ .
127Later, the era of vices began. 128Even the kings here continue to perform sinful acts, and this is why the Father says: I explain to you the philosophy of karma, neutral karma and sinful karma. 129In the kingdom of Ravan, your acts are sinful.
126Satyug mē̃ karma akarma hōtē haĩ .
130In the golden age, acts are neutral.
127Vikarma bantā nahī̃ . 128Vahā̃ vikār kā nām hī nahī̃ .
131There are no sins committed there; there is no mention of vice there.
129Yah gyān kā tīsrā nētra abhī tumkō milā hai .
132You have now each received a third eye of knowledge.
130Abhī tum bachchē bāp K|kē dvārā trinētrī-trikāladarśī banē hō .
133You children have now been made trinetri and trikaldarshi by the Father.
131Manuṣhya kōī banā na sakē .
134No human being can make you this.
132Tumkō banānē vālā hai bāp .
135It is the Father who makes you this.
133Pahlē jab āstik hō tab trinētrī-trikāladarśī banē̃ .
136You first become theists and you then become trinetri and trikaldarshi.
134Sārā drama kā rāz buddhi mē̃ hai .
137The secrets of the whole drama are in your intellects.
135Mūlvatan , sūkṣhmavatan , 84 kā chakra sab buddhi mē̃ hai .
138The incorporeal world, the subtle region and the cycle of 84 births; everything is in your intellects.
136Phir pīchhē aur dharm ātē haĩ . 137Vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ .
139Later, all the other religions come; they continue to expand.
138Un dharm sthāpakō̃ kō gurū nahī̃ kahē̃gē .
140Those founders of religions would not be called gurus.
139Sarv key|kī sadgati karnē vālā satgurū ēk hī hai .
141Only the one Satguru grants salvation to everyone.
140Bākī vah kōī sadgati karnē thōṛēhī ātē haĩ . 141Vah dharm sthāpak haĩ .
142None of the others come to grant salvation; they are founders of religions.
142Christ kō yād karnē sē sadgati thōṛahī hōgī . 143Vikarma vināśh thōṛēhī hōṅgē .
143No one receives salvation by remembering Christ nor would anyone’s sins be absolved; not at all!
144Kuchh bhī nahī̃ . 145Un sabkō bhakti key|kī line mē̃ kahā jāyēgā .
144All of them are said to be in the line of devotion.
146Gyān key|kī line mē̃ sirph tum hō .
145Only you are in the line of knowledge.
147Tum paṇḍē hō .
146You are guides.
148Sabkō śhāntidhām , sukhdhām kā rāstā batātē hō .
147You show everyone the path to the land of peace and the land of happiness.
149Bāp bhī liberator , guide hai .
148The Father is the Liberator and the Guide.
150Us bāp kō yād karnē sē hī vikarma vināśh hōṅgē .
149It is only by remembering that Father that your sins can be absolved.
151Abhī tum bachchē apnē vikarma vināśh karnē kā purūṣhārth kar rahē hō tō tumhē̃ dhyān rakhnā hai ki ēk taraph purūṣhārth , dūsrē taraph vikarma na hōtā rahē .
150You children are now making effort to have your sins absolved. 151Therefore, you have to pay attention so that, on the one hand you make effort, on the other hand you don't perform any sinful acts.
152Purūṣhārth K|kē sāth-sāth vikarma bhī kiyā tō sauguṇā hō jāyēgā .
152If, while making effort, you perform any sinful acts, there will be one hundred-fold punishment.
153Jitnā hō sakē utnā vikarma na karō .
153Try as much as possible not to perform any sinful acts.
154Nahī̃ tō addition bhī hōgī . 155Nām bhī badnām karē̃gē .
154Otherwise, there will be an addition and your name will also be defamed.
156Jabki jāntē hō bhagvān hamkō paṛhātē haĩ tō phir kōī vikarma nahī̃ karnā chāhiē .
155When you know that it is God who is teaching you, you shouldn't perform any sinful actions.
157Chhōṭī chōrī yā baṛī chōrī , pāp tō hō jātā hai nā .
156Whether a small thing is stolen or a big thing is stolen, it is still a sin that is committed.
158Yah āṅkhē̃ baṛā dhōkhā dētī haĩ .
157These eyes deceive you a great deal.
159Bāp bachchō̃ key|kī chalan sē samajh jātē haĩ , kabhī khyāl bhī na āyē ki yah hamārī strī hai , ham brahmākumār-kumārī haĩ , śhivbābā K|kē pōtrē haĩ .
158The Father understands from the children’s behaviour. 159There should never be the thought “This one is my wife.” 160We are Brahma Kumars and Kumaris; we are grandchildren of Shiv Baba.
160Hamnē bābā sē pratigyā kī hai , rākhī bāndhī hai , phir āṅkhē̃ kyō̃ dhōkhā dētī haĩ ?
161We have made a promise to Baba and have had a rakhi tied. 162Therefore, why should our eyes deceive us?
161Yād K|kē bal sē kōī bhī karmēndriyō̃ K|kē dhōkhē sē chhūṭ saktē hō .
163With the power of remembrance, you can be liberated from being deceived by any of your physical organs.
162Baṛī mēhnat chāhiē .
164A great deal of effort is required.
163Bāp K|kē direction par amal kar chart likhō .
165Follow the Father’s directions and write your chart.
164Strī-purūṣh bhī āpas mē̃ yahī bātē̃ karō - ham tō bābā sē pūrā varsā lē̃gē , teacher sē pūrā paṛhē̃gē .
166Husband and wife should also talk about these things between themselves: I will definitely claim the full inheritance from the Father and study fully with the Teacher.
165Aisā teacher kabhī mil na sakē , jō bēhad key|kī knowledge dē .
167You will never find such a Teacher anywhere else who could give you this unlimited knowledge.
166Lakṣhmī-nārāyaṇ hī nahī̃ jāntē tō unkē pichhāṛī ānē vālē kaisē jān saktē haĩ .
168Since Lakshmi and Narayan don’t have this knowledge, how could those who come after them have it?
167Bāp kahtē haĩ yah sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān sirph tum jāntē hō saṅgam par .
169The Father says: Only you have the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world and you only have it at the confluence age.
168Bābā bahut samjhātē haĩ - yah karō , aisē karō . 169Phir yahā̃ sē uṭhē tō khalās .
170Baba explains to you a great deal what to do and how to do it, but, as soon as you get up from here, everything finishes.
170Yah nahī̃ samajhtē ki śhivbābā hamkō kahtē haĩ .
171You don’t understand that it is Shiv Baba who is telling you.
171Hamēśhā samjhō śhivbābā kahtē haĩ , inkā phōṭō bhī nahī̃ rakhō .
172Always consider it to be Shiv Baba who is speaking to you. 173Don’t even keep a photo of this one.
172Yah rath tō loan liyā hai .
174This chariot has been taken on loan.
173Yah bhī purūṣhārthī hai , yah bhī kahtē haĩ maĩ bābā sē varsā lē rahā hū̃ .
175This one is also an effort-maker. 176He says: I too receive my inheritance from Baba.
174Tumhārē sadr̥iśhya yah bhī student life mē̃ hai .
177This one is also leading a studentlife like you.
175Āgē chal tumhārī mahimā hōgī .
178As you make further progress, you will be praised.
176Abhī tō tum pūjya dēvtā bannē kē liē paṛhtē hō .
179You are now studying to become worthy-of-worship deities.
177Phir satyug mē̃ tum dēvtā banē̃gē .
180Then, in the golden age, you will become deities.
178Yah sab bātē̃ sivāē bāp K|kē kōī samjhā na sakē .
181No one except the Father can explain all of these aspects.
179Takdīr mē̃ nahī̃ hai tō sanśhay uṭhtā hai - śhivbābā kaisē ākar paṛhāyēṅgē !
182When it is not in someone’s fortune, he has doubts about how Shiv Baba comes and teaches.
180Maĩ nahī̃ māntā .
183They say: "I don’t believe this."
181Māntē nahī̃ tō phir śhivbābā kō yād bhī kaisē karē̃gē .
184If he doesn’t believe this, how could he even remember Shiv Baba?
182Vikarma vināśh hō nahī̃ sakē̃gē .
185In that case, his sins will not be absolved.
183Yah sārī number-vār rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
186A numberwise kingdom is being established. 187Maids and servants are also needed.
184Dās-dāsiyā̃ bhī tō chāhiē nā .
188Kings are given maids as part of the dowry.
185Rājāō̃ kō dāsiyā̃ bhī dahēj mē̃ miltī haĩ .
189People have so many maids and servants here.
186Yahā̃ hī itnī dāsiyā̃ rakhtē haĩ tō satyug mē̃ kitnī hōṅgī .
190So you can imagine how many there would be in the golden age.
187Aisā thōṛēhī ḍhīlā purūṣhārth karnā chāhiē jō dās-dāsī jākar banē̃ .
191You should not make such slack effort that you become a maid or a servant.
188Bābā sē pūchh saktē hō - bābā abhī mar jāyē̃ tō kyā pad milēgā ? 189Bābā jhaṭ batā dēgē . 190Apnā pōtāmēl āpēhī dēkhō .
192If you asked Baba what status you would claim if you were to die now, Baba would instantly tell you: Look at your own chart yourself.
191Ant mē̃ number-vār karmātīt avasthā hō jānī hai .
193At the end you will all reach your karmateet stage, numberwise.
192Yah hai sachchī kamāī .
194This is a true income.
193Us kamāī mē̃ rāt-din kitnā busy rahtē haĩ .
195People remain busy day and night in earning other incomes.
194Saṭṭē vālē jō hōtē haĩ vah ēk hāth sē khānā khātē haĩ , dūsrē hāth sē phone par kārōbār chalātē rahtē haĩ .
196Stockbrokers eat meals with one hand and run their businesses over the phone with the other hand.
195Ab batāō aisē ādmī gyān mē̃ chal sakē̃gē ?
197Now, tell Me: how could such a person follow the path of knowledge?
196Kahtē haĩ hamkō phursat kahā̃ .
198He would say: I don’t have the time.
197Arē , sachchī rājāī miltī hai .
199Ah! but you receive a true kingdom here.
198Bāp kō sirph yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
200Simply remember the Father and your sins will be absolved.
199Aṣhṭ dēvtā ādi kō bhī yād kartē haĩ nā .
201People remember the eight special deities etc.
200Unkī yād sē tō kuchh bhī miltā nahī̃ .
202Nothing can be achieved by remembering them.
201Bābā bār-bār har ēk bāt par samjhātē rahtē haĩ . 202Jō phir aisē kōī na kahē ki phalānī bāt par tō samjhāyā nahī̃ .
203Baba continually explains each and every thing again and again so that none of you can say that He didn’t explain any one particular aspect.
203Tum bachchō̃ kō paigām bhī sabkō dēnā hai .
204You children have to give everyone the message.
204Aeroplane sē bhī parchē girānē liē kōśhiśh karnī chāhiē .
205You should also try to drop leaflets from an aeroplane.
205Usmē̃ likhō śhivbābā aisē kahtē haĩ .
206Write in those leaflets: This is what Shiv Baba says.
206Brahmā bhī śhivbābā kā bachchā hai .
207Brahma too is Shiv Baba’s child.
207Prajāpitā hai tō vah bhī bāp , yah bhī bāp .
208Since he is Prajapita, he is the father and that One is also the Father.
208Śhivbābā kahnē sē bhī bahut bachchō̃ kō prēm K|kē āṅsū ā jātē haĩ .
209Many children have tears of love just by saying “Shiv Baba”.
209Kabhī dēkhā bhī nahī̃ hai . 210Likhtē haĩ bābā kab ākar āpsē milē̃gē , bābā bandhan sē chhuṛāō .
210They haven’t even seen Him, and so they write: Baba, when can I come and meet You?
211Bahutō̃ kō bābā kā , phir prince kā bhī sākṣhātkār hōtā hai .
211Baba, liberate me from this bondage! 212Many have visions of Baba, and then of a prince.
212Āgē chal bahutō̃ kō sākṣhātkār hōṅgē phir bhī purūṣhārth tō karnā paṛē .
213As you progress further, many will have visions, but you also have to make effort.
213Manuṣhya kō marnē samay bhī kahtē haĩ bhagvān kō yād karō .
214When someone is dying, he is told to remember God.
214Tum bhī dēkhē̃gē pichhāṛī mē̃ khūb purūṣhārth karē̃gē .
215You will see how everyone makes a great deal of effort at the end.
215Yād karnē lagē̃gē .
216They will all begin to remember Him.
216Bāp rāy dētē haĩ - bachchē , jō samay milē usmē̃ purūṣhārth kar make up kar lō . 217Bāp kī yād mē̃ rah vikarma vināśh karō tō pīchhē ātē bhī āgē jā saktē hō .
217The Father advises you: Children, try and makeup whatever time you can. 218Stay in remembrance of the Father and have yourselves absolved of your sins. 219Then, even if you have come late, you will be able to go ahead.
218Jaisē train late|lēṭ hōtī hai tō make up kar lētē haĩ nā . 219Tumkō bhī yahā̃ samay miltā hai tō make up kar lō .
220Just as when a train is late, it is able to make up that lost time, so, here, too, you have time to be able to make up lost time.
220Yahā̃ ākar kamāī karnē lag jāō .
221Come here and engage yourselves in earning your income.
221Bābā rāy bhī dētē haĩ - aisē-aisē karō , apnā kalyāṇ karō .
222The Father advises you what to do to benefit yourselves.
222Bāp key|kī śhrīmat par chalō .
223Follow the Father’s shrimat.
223Aeroplane sē parchē girāō , jō manuṣhya samajhē̃ ki yah tō barōbar ṭhīk paigām dētē rahtē haĩ .
224Drop leaflets from an aeroplane so that people can understand that you are giving the right message.
224Bhārat kitnā baṛā hai , sabkō mālūm paṛnā chāhiē jō phir aisē na kahē̃ ki bābā hamkō tō patā hī nahī̃ paṛā .
225Bharat is huge. 226Everyone must come to know so that no one can then say “Baba, I didn’t even know anything about this.”
225Achchhā !
227Achcha.
226Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
228To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
227Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
229The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
228Dhārṇā kē liē mukhya sār :
230Essence for dharna:
2291 ) sensible ban apnī jāñch karnī hai ki āṅkhē̃ dhōkhā tō nahī̃ dētī haĩ .
231 1. Become sensible and check that your eyes are not deceiving you.
230Kōī bhī karmēndriy K|kē vaśh hō ulṭā karma nahī̃ karnā hai .
232Don't perform any wrong acts under the influence of your physical organs.
231Yād K|kē bal sē karmēndriyō̃ K|kē dhōkhē sē chhūṭnā hai .
233With the power of remembrance liberate yourself from the deceit of physical organs.
2322 ) is sachchī kamāī kē liē samay nikālnā hai , pīchhē ātē bhī purūṣhārth sē make up kar lēnā hai .
234 2. Make time to earn this true income. 235Even though you may have come late, you can still make up time by making effort.
233Yah vikarma vināśh karnē kā samay hai isliē kōī bhī vikarma nahī̃ karnā hai .
236This is the time to have yourselves absolved of your sins. 237Therefore, don't perform any sinful acts.
Blessing
234Vardān : her|har condition mē̃ safe rahnē vālē air-condition key|kī ticket K|kē adhikārī bhav
238Blessing: May you claim a right to an air-conditioned ticket by remaining safe in every condition.
235Air-condition key|kī ticket unhī̃ bachchō̃ kō miltī hai jō yahā̃ her|har condition mē̃ safe rahtē haĩ .
239 The children who remain safe here in every condition are the ones who receive an air-conditioned ticket.
236Kōī bhī paristhiti ā jāē , kaisī bhī samasyāyē̃ ā jāē̃ lēkin her|har samasyā kō second mē̃ pār karnē kā certificate chāhiē .
240No matter what situations arise, what problems come, you need to have a certificate to overcome any problem in a second.
237Jaisē us ticket kē liē paisē dētē hō aisē yahā̃ « sadā vijayī ' ' bannē key|kī manī|money chāhiē - jissē ticket mil sakē .
241Just as you have to pay money for that ticket, in the same way, you need to have the money here of “being constantly victorious” with which you can receive a ticket.
238Yah manī|money prāpt karnē kē liē mēhnat karnē key|kī jarūrat nahī̃ , sirph bāp K|kē sadā sāth rahō tō anginat kamāī jamā hōtī rahēgī .
242There is no need to work hard to earn this money, but simply to stay with the Father all the time and you will continue to accumulate a countless income.
Slogan
239Slōgan : kaisī bhī paristhiti hō , paristhiti chalī jāē lēkin khuśhī nahī̃ jāē .
243Slogan: No matter what the situation is, let it go, but never let your happiness go.
244*** Om Shanti ***