रविवार 12 जुलाई 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

012-07-20 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 22-02-86 madhuban

0 12/07/20 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 22/02/86

1Rūhānī sēvā - niḥsvārth sēvā

1Spiritual service, altruistic service.

2Āj sarv ātmāō̃ K|kē viśhva kalyāṇkārī bāp apnē sēvādhārī sēvā K|kē sāthī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

2Today, the Father, the World Benefactor of all souls, is seeing His server children who are His companions in service.

3Ādi sē bāpdādā K|kē sāth-sāth sēvādhārī bachchē sāthī banē aur ant tak bāpdādā nē gupta rūp mē̃ aur pratyakṣha rūp mē̃ bachchō̃ kō viśhva sēvā kē nimitt banāyā .

3From the beginning, server children have been BapDada’s companions; BapDada made the children into incognito instruments and has now revealed them to do world service until the end.

4Ādi mē̃ brahmā bāp aur brāhmaṇ bachchē gupta rūp mē̃ sēvā kē nimitt banē̃ .

4In the beginning, Father Brahma and the Brahmin children were incognito instruments for service.

5Abhī sēvādhārī bachchē śhakti sēnā aur pāṇḍav sēnā viśhva kē āgē pratyakṣha rūp mē̃ kārya kar rahē haĩ .

5Now, the Shakti Army and the Pandava Army of the server children are carrying out a task in front of the world very visibly.

6Sēvā kā umaṅg-utsāh majority bachchō̃ mē̃ achchhā dikhāī dētā hai .

6Very good zeal and enthusiasm for service can be seen in the majority of children.

7Sēvā key|kī lagan ādi sē rahī hai aur ant tak rahēgī . 8Brāhmaṇ jīvan hī sēvā kā jīvan hai .

7There has been love for service from the beginning and that will remain till the end.

9Brāhmaṇ ātmāyē̃ sēvā K|kē binā jī nahī̃ saktī .

8Brahmin life is a life of service. 9Brahmin souls cannot survive without service.

10Māyā sē jindā rakhnē kā śhrēṣhṭh sādhan sēvā hī hai .

10The elevated method for protecting yourself from Maya and for staying alive is service alone.

11Sēvā yōgyukt bhī banātī hai .

11Service also makes you yogyukt.

12Lēkin kaun see|sī|C sēvā  ?

12But, which service?

13Ēk hai sirph mukh key|kī sēvā , sunā huā sunānē key|kī sēvā .

13One is service of the mouth, the service of relating what you have heard.

14Dūsrī hai man sē mukh key|kī sēvā . 15Sunē huē madhur bōl kā svarūp ban , svarūp sē sēvā , niḥsvārth sēvā . 16Tyāg , tapasyā svarūp sē sēvā . 17Had key|kī kāmnāō̃ sē parē niṣhkām sēvā .

14The other is the service of speaking through your mind, to become an embodiment of the sweet words you have heard, to serve through your form - altruistic service, service through renunciation and tapasya, altruistic service that is beyond limited desires.

18Iskō kahā jātā hai īśhvarīy sēvā , rūhānī sēvā .

15This is called Godly service, spiritual service.

19Jō sirph mukh key|kī sēvā hai uskō kahtē haĩ sirph svayã kō khuśh karnē key|kī sēvā .

16The service of just serving with the mouth is called service simply to please oneself.

20Sarv kō khuśh karnē key|kī sēvā man aur mukh key|kī sāth-sāth hōtī hai .

17In order to please everyone, service with the mind and mouth has to take place at the same time.

21Man sē arthāt manmanābhav sthiti sē mukh key|kī sēvā .

18To serve with the mind means to serve with words while in the state of “Manmanabhav”.

22Bāpdādā āj apnē right hands sēvādhārī aur left hand sēvādhārī dōnō̃ kō dēkh rahē thē .

19Today, BapDada was seeing both His right-hand, server-children and His left-hand server-children.

23Sēvādhārī dōnō̃ hī haĩ lēkin right aur left mē̃ antar tō hai nā .

20Both types are servers but there is a difference between the right and the left.

24Right hand sadā niṣhkām sēvādhārī hai .

21The right hand is always an altruistic server.

25Left hand kōī na kōī had key|kī is janm kē liē sēvā kā phal khānē key|kī ichchhā sē sēvā kē nimitt bantē haĩ .

22The left hand becomes an instrument for service with the desire of eating one limited fruit of service or other in this birth.

26Vah gupta sēvādhārī aur vah nāmdhārī sēvādhārī .

23That one is an incognito server and the other is a server for name.

27Abhī-abhī sēvā key|kī abhī-abhī nām huā - bahut achchhā , bahut achchhā .

24One moment he does service and the next moment earns a name: Very good! 25Very good!

28Lēkin abhī kiyā abhī khāyā . 29Jamā kā khātā nahī̃ . 30Gupta sēvādhārī arthāt niṣhkām sēvādhārī .

26However, you do something now, and you instantly eat the fruit; you don’t accumulate in your account. 27An incognito server means an altruistic server.

31Tō ēk hai niṣhkām sēvādhārī , dūsrē haĩ nāmdhārī sēvādhārī .

28One is an altruistic server and the other is a server wanting a name.

32Tō gupta sēvādhārī kā chāhē vartamān samay nām gupta rahtā bhī hai lēkin gupta sēvādhārī saphaltā key|kī khuśhī mē̃ sadā bharpūr rahtā hai .

29Even though an incognito server remains incognito in name at the present time, he remains constantly filled with the happiness of success.

33Kaī bachchō̃ kō saṅkalp ātā hai ki ham kartē bhī haĩ lēkin nām nahī̃ hōtā . 34Aur jō bāhar sē nāmdhārī ban sēvā kā show dikhātē haĩ , unkā nām jyādā hōtā hai .

30Some children think: I am doing everything, but my name is not mentioned, whereas the names of those who earn fame in service with external show are mentioned a great deal.

35Lēkin aisē nahī̃ hai jō niṣhkām avināśhī nām kamānē vālē haĩ unkē dil kā āvāj dil tak pahuñchtā haĩ .

31However, it is not like that. 32The sounds from the hearts of those who earn an imperishable name altruistically reaches the heart.

36Chhipā huā nahī̃ rah saktā hai .

33It cannot remain hidden.

37Uskī sūrat mē̃ , mūrt mē̃ sachchē sēvādhārī key|kī jhalak avaśhya dikhāī dētī hai .

34The sparkle of being a true server is definitely visible on his face and in his form.

38Agar kōī nāmdhārī yahā̃ nām kamā liyā tō āgē kē liē kiyā aur khāyā aur khatm kar diyā , bhaviṣhya śhrēṣhṭh nahī̃ , avināśhī nahī̃ isliē bāpdādā kē pās sabhī sēvādhāriyō̃ kā pūrā record hai .

35If a server for name earns his name here, then, although that was done for the future, he ate the fruit and finished it, and so he didn’t make the future elevated or imperishable. 36This is why BapDada has a complete record of all the servers.

39Sēvā kartē chalō , nām hō yah saṅkalp nahī̃ karō .

37Continue to do service and do not think about earning a name.

40Jamā hō yah sōchō .

38Think about accumulating.

41Avināśhī phal K|kē adhikārī banō .

39Claim a right to the imperishable fruit.

42Avināśhī varsē kē liē āyē hō .

40Each of you has come here for an everlasting inheritance.

43Sēvā kā phal vināśhī samay kē liē khāyā tō avināśhī varsē kā adhikār kam hō jāyēgā isliē sadā vināśhī kāmnāō̃ sē mukt niṣhkām sēvādhārī , right hand ban sēvā mē̃ baṛhtē chalō .

41If you eat the fruit of service for a temporary period, then the right to an everlasting inheritance will be reduced. 42Therefore, remain an altruistic server who is free from temporary desires. 43Become a right hand and continue to move forward in service.

44Gupta dān kā mahatva , gupta sēvā kā mahatva jyādā hōtā hai .

44There is greater importance in making incognito donations and doing incognito service.

45Vah ātmā sadā svayã mē̃ bharpūr hōgī . 46Bēparvāh bādśhāh hōgī . 47Nām-śān key|kī parvāh nahī̃ .

45Such a soul would always remain full within himself; he would be a carefree emperor and not be concerned about name or fame.

48Ismē̃ hī bēparvāh bādśhāh hōṅgē arthāt sadā svamān K|kē takht naśhīn hōṅgē . 49Had K|kē mān K|kē takhtnaśhīn nahī̃ .

46He would be a carefree emperor in this, that is, he would always be seated on the throne of self-respect - not on a throne of limited respect.

50Svamān K|kē takhtnaśhīn , avināśhī takhtnaśhīn . 51Aṭal akhaṇḍ prāpti K|kē takhtnaśhīn .

47He is seated on the throne of self-respect and seated on an everlasting throne.

52Iskō kahtē haĩ viśhva kalyāṇkārī sēvādhārī .

48He is seated on the throne of eternal and infinite attainment.

53Kabhī sādhāraṇ saṅkalpō̃ K|kē kāraṇ viśhva sēvā K|kē kārya mē̃ saphaltā prāpt karnē mē̃ pīchhē nahī̃ haṭnā .

49This is known as being a world-benefactor server. 50Never move backwards in attaining success by having ordinary thoughts in the task of world service.

54Tyāg aur tapasyā sē sadā saphaltā kō prāpt kar āgē baṛhtē rahnā . 55Samjhā  !

51Constantly attain success with renunciation and service and continue to move forward.

56Sēvādhārī kiskō kahā jātā hai .

52Do you understand? 53Who is called a server?

57Tō sabhī sēvādhārī hō  ?

54So, are all of you servers?

58Sēvā sthiti kō ḍagmag karē vah sēvā nahī̃ hai .

55Any service that makes your stage fluctuate is not service.

59Kaī sōchtē haĩ sēvā mē̃ nīchē ūpar bhī bahut hōtē haĩ .

56Some think that there is a lot of fluctuation in service.

60Vighna bhī sēvā mē̃ ātē haĩ aur nirvighna bhī sēvā hī banātī hai .

57There are obstacles in service and it is service that makes you free from obstacles.

61Lēkin jō sēvā vighna rūp banē vah sēvā nahī̃ .

58However, any service that takes on the form of an obstacle is not service.

62Uskō sachchī sēvā nahī̃ kahē̃gē . 63Nāmdhārī sēvā kahē̃gē .

59That would not be called true service; that would only be called service in name.

64Sachchī sēvā sachchā hīrā hai .

60True service is a true diamond.

65Jaisē sachchā hīrā kabhī chamak sē chhip nahī̃ saktā . 66Aisē sachchā sēvādhārī sachchā hīrā hai .

61Just as the sparkle of a true diamond can never remain hidden, similarly, true servers are true diamonds.

67Chāhē jhūṭhē hīrē mē̃ chamak kitnī bhī baṛhiyā hō lēkin mūlyavān kaun  ?

62No matter how beautiful the sparkle of an artificial diamond may be, which one is valuable?

68Mūlya tō sachchē kā hōtā hai nā .

63It is the real diamond that has value.

69Jhūṭhē kā tō nahī̃ hōtā .

64An artificial one doesn’t have that value.

70Amūlya ratna sachchē sēvādhārī haĩ .

65True servers are invaluable jewels.

71Anēk janm kā mūlya sachchē sēvādhārī kā hai .

66A true server has value for many births.

72Alpkāl key|kī chamak kā show nāmdhārī sēvā hai isliē sadā sēvādhārī ban sēvā sē viśhva kalyāṇ kartē chalō .

67Service only in name shows a temporary sparkle. 68Therefore, become a constant server and continue to benefit the world with service.

73Samjhā - sēvā kā mahatva kyā hai .

69Do you understand what the importance of service is?

74Kōī cum|kam nahī̃ hai .

70No one is any less than the other.

75Harēk sēvādhārī apnī-apnī viśhēṣhtā sē viśhēṣh sēvādhārī hai .

71Each one of you is a special server with your own individual speciality.

76Apnē kō cum|kam bhī nahī̃ samjhō aur phir karnē sē nām key|kī ichchhā bhī nahī̃ rakhō .

72Do not consider yourself to be any less. 73Then, after doing something, do not have any desire to earn a name for yourself.

77Sēvā kō viśhva kalyāṇ K|kē arpaṇ kartē chalō .

74Continue to surrender your service to world benefit.

78Vaisē bhī bhakti mē̃ jō gupta dānī puṇya ātmāyē̃ hōtī haĩ vō yahī saṅkalp kartī haĩ ki sarv K|kē bhalē prati hō  !

75Generally, on the path of devotion, those who are incognito donors, charitable souls, always think that everything should be for the benefit of everyone.

79Mērē prati hō , mujhē phal milē , nahī̃ , sarv kō phal milē .

76They don’t think that there should be something in it for them or that they should receive some fruit.

80Sarv key|kī sēvā mē̃ arpaṇ hō .

77No, let everyone receive the fruit.

81Kabhī apnēpan key|kī kāmnā nahī̃ rakhē̃gē .

78They would be surrendered to serve everyone.

82Aisē hī sarv prati sēvā karō .

79They would not have any desires just for themselves.

83Sarv K|kē kalyāṇ key|kī bank mē̃ jamā kartē chalō .

80So, serve everyone in this way. 81Continue to accumulate in the bank of benefit for everyone.

84Tō sabhī kyā ban jāyēṅgē  ?

82What will you then all become?

85Niṣhkām sēvādhārī .

83Altruistic servers.

86Abhī kōī nē nahī̃ pūchhā tō 2500 varṣh āpkō pūchhē̃gē .

84If no one asks about you now, they will ask about you for 2500 years.

87Ēk janm mē̃ kōī pūchhē yā 2500 varṣh kōī pūchhē , tō jyādā kyā huā .

85If someone asks about you for one birth or for 2500 years - which is greater?

88Vah jyādā hai nā .

86That is greater, is it not?

89Had K|kē saṅkalp sē parē hōkar bēhad K|kē sēvādhārī ban bāp K|kē diltakhtanaśhīn bēparvāh bādśhāh ban , saṅgamyug key|kī khuśhiyō̃ kō , maujō̃ kō manātē chalō .

87Remain beyond limited thoughts, become an unlimited server, a carefree emperor seated on the Father’s heart throne and continue to celebrate in the happiness and pleasure of the confluence age.

90Kabhī bhī kōī sēvā udās karē tō samjhō vah sēvā nahī̃ hai .

88If any service makes you unhappy, then understand that that is not service.

91Ḍagmag karē , halchal mē̃ lāyē tō vah sēvā nahī̃ hai .

89If anything makes you fluctuate or brings you into upheaval, then that is not service.

92Sēvā tō uṛānē vālī hai .

90Service is something that makes you fly.

93Sēvā bēgampur kā bādśhāh banānē vālī hai .

91Service makes you an emperor of the land without sorrow.

94Aisē sēvādhārī hō nā  ?

92You are such servers, are you not?

95Bēparvāh bādśhāh , bēgampur K|kē bādśhāh .

93Carefree emperors, emperors of the land without sorrow.

96Jiskē pīchhē saphaltā svayã ātī hai . 97Saphaltā kē pīchhē vah nahī̃ bhāgtā .

94Furthermore, success itself follows such souls, they do not chase after success.

98Saphaltā uskē pīchhē-pīchhē hai .

95Success always follows them. 96Achcha.

99Achchhā - bēhad key|kī sēvā K|kē plan banātē hō nā .

97You are making plans for unlimited service, are you not?

100Bēhad key|kī sthiti sē bēhad key|kī sēvā K|kē plan sahaj saphal hōtē hī haĩ .

98Plans made for unlimited service with an unlimited stage are easily successful.

101 ( double vidēśhī bhāī bahanō̃ nē ēk plan banayā hai jismē̃ sabhī ātmāō̃ sē kuchh minute śhānti kā dān lēnā hai . 102)

99(Double-foreign brothers and sisters have made a plan in which they want to ask all souls for a donation of a few minutes of peace – Million Minutes of Peace Appeal.)

103Yah bhī viśhva kō mahādānī banānē kā achchhā plan banāyā hai nā  !

100This plan you have made for making the world a great donor is good.

104Thōṛā samay bhī śhānti K|kē saṅskārō̃ kō chāhē majbūrī sē , chāhē snēh sē emerge tō karē̃gē nā .

101Whether they do it out of desperation or love, the sanskars of peace will emerge for a short time.

105Programme pramāṇ bhī karē̃ tō bhī jab ātmā mē̃ śhānti K|kē saṅskār emerge hōtē haĩ tō śhānti svadharm tō hai hī nā .

102Even if they follow a programme, at least the sanskars of peace do emerge, because the original religion of souls is peace anyway.

106Śhānti K|kē sāgar K|kē bachchē tō haĩ hī . 107Śhāntidhām K|kē nivāsī bhī haĩ .

103You are the children of the Ocean of Peace, you are also residents of the land of peace.

108Tō programme pramāṇ bhī vah emerge hōnē sē vah śhānti key|kī śhakti unhō̃ kō ākarṣhit kartī rahēgī .

104So, even by them bringing that out according to the programme, that power of peace will continue to attract them.

109Jaisē kahtē haĩ nā - ēk bārī jisnē mīṭhā cakhakar dēkhā tō chāhē usē mīṭhā milē na milē lēkin vah chakhā huā ras uskō bār-bār khīñchtā rahēgā .

105It is said that even if someone has only tasted something sweet once, then, whether they receive something sweet or not, the taste of sweetness that they had will repeatedly pull them.

110Tō yah bhī śhānti key|kī mākhī ( śhahad ) cakhanā hai .

106So, this too is like tasting the honey of peace.

111Tō yah śhānti K|kē saṅskār svataḥ hī smr̥iti dilātē rahē̃gē isliē dhīrē-dhīrē ātmāō̃ mē̃ śhānti key|kī jāgr̥iti ātī rahē , yah bhī āp sabhī śhānti kā dān dē unhō̃ kō bhī dānī banātē hō .

107So, these sanskars of peace will automatically continue to remind them. 108Therefore, let there gradually be an awakening of peace in souls. 109This is also giving those souls a donation of peace as well as making them donors.

112Āp lōgō̃ kā śhubh saṅkalp hai ki kisī bhī rīti sē ātmāyē̃ śhānti key|kī anubhūti karē̃ .

110The pure thought that all of you have is that souls should experience peace in whatever way possible.

113Viśhva śhānti bhī ātmik śhānti K|kē ādhār par hōgī nā .

111World peace will also be based on peace in souls, will it not?

114Prakr̥iti bhī purūṣh K|kē ādhār sē chaltī hai .

112Nature (the elements) also functions on the basis of human beings.

115Yah prakr̥iti bhī tab śhānt hōgī jab ātmāō̃ mē̃ śhānti key|kī smr̥iti āyē .

113The elements of nature will become peaceful when souls become aware of peace.

116Chāhē kis vidhi sē bhī karē̃ lēkin aśhānti sē tō parē hō gayā nā . 117Aur ēk minute key|kī śhānti bhī unhō̃ kō anēk samay kē liē ākarṣhit kartī rahēgī .

114Then, it doesn’t matter in what way they do that, but they will have at least gone beyond peacelessness, and a minute’s peace will continue to attract them again and again.

118Tō achchhā plan banāyā hai .

115Therefore, you have made a good plan.

119Yah bhī jaisē kōī kō thōṛā-sā oxygen dē karkē śhānti kā śhvāṅs chalānē kā sādhan hai .

116This is like giving people a little oxygen and enabling them to take a breath of peace.

120Śhānti K|kē śhvāṅs sē vāstav mē̃ bēhōśh paṛē haĩ .

117They are, in fact, unconscious without the breath of peace.

121Tō yah sādhan jaisē oxygen hai .

118Therefore, this plan is like oxygen.

122Ussē thōṛā śhvāṅs chalnā śhurū hōgā .

119Some are able to start breathing a little.

123Kaīyō̃ kā śhvāṅs oxygen sē chaltē-chaltē chal bhī paṛtā hai .

120Some can be revived with the oxygen.

124Tō sabhī umaṅg utsāh sē pahlē svayã pūrā hī samay śhānti house ban śhānti key|kī kiraṇē̃ dēnā .

121So, first of all, you all have to become peace houses all the time with zeal and enthusiasm and give rays of peace.

125Tab āpkē śhānti key|kī kiraṇō̃ key|kī madad sē , āpkē śhānti K|kē saṅkalp sē unhō̃ kō bhī saṅkalp uṭhēgā aur kisī bhī vidhi sē karē̃gē , lēkin āp lōgō̃ key|kī śhānti K|kē vibration unkō sachchī vidhi tak khīñchkar lē āyēṅgē .

122Then, with the help of your rays of peace and with your thoughts of peace, they will have the thought that they will also do that somehow. 123However, the vibrations of peace of all of you will pull them to the right method.

126Yah bhī kisī kō jō nāummīd haĩ unkō ummīd key|kī jhalak dikhānē kā sādhan hai .

124This is also the way to show a ray of hope to those who have lost hope.

127Nāummīd mē̃ ummīd paidā karnē kā sādhan hai .

125It is a means of creating hope in those who have become hopeless.

128Jahā̃ tak hō sakē vahā̃ tak jō bhī samparka mē̃ āyē , jiskē bhī samparka mē̃ āyē tō unkō dō śhabdō̃ mē̃ ātmik śhānti , man key|kī śhānti kā parichay dēnē kā prayatna jarūr karnā kyōṅki harēk apnā-apnā nām add tō karāyēṅgē hī .

126As much as possible, to whatever extent anyone comes into contact with you, you definitely have to try to tell them about soul-conscious peace and peace of mind in a few words, because everyone will definitely have their names added.

129Chāhē patr-vyahār dvārā karē̃ lēkin connection mē̃ tō āyēṅgē nā . 130List mē̃ tō āyēgā nā .

127Even if they do it through correspondence, they will come into connection with you, will they not?

131Tō jahā̃ tak hō sakē śhānti kā arth|earth kyā hai , vah dō śhabdō̃ mē̃ bhī spaṣhṭ karnē kā prayatna karnā .

128They would come into the list, would they not? 129So, as much as possible, try to clarify in a few words the meaning of peace.

132Ēk minute mē̃ bhī ātmā mē̃ jāgr̥iti ā saktī hai .

130A soul can have that awakening in even a minute. 131Do you understand?

133Samjhā  ! 134Plan tō āp sabkō bhī pasand hai nā .

132All of you like the plan, do you not?

135Dūsrē tō kām utārtē haĩ , āp kām kartē hō .

133Others simply do work just in name, whereas you do real work.

136Jab haĩ hī śhānti K|kē dūt tō chārō̃ ōr śhānti dūtō̃ key|kī yah āvāj gūñjēgī aur śhānti K|kē phariśhtē pratyakṣha hōtē jāyēṅgē .

134Since you are the messengers of peace, this sound from the messengers of peace will echo everywhere and the angels of peace will continue to be revealed.

137Sirph āpas mē̃ yah rāy karnā ki peace|pīs kē āgē kōī aisā śhabda hō jō duniyā sē thōṛā nyārā lagē .

135Simply discuss this amongst yourselves and find a word to be added to the word “peace”, a word that seems different from other worldly things.

138Peace|pīs march yā peace|pīs yah śhabda tō duniyā bhī use kartī hai .

136People in the world use words such as “Peace March” or “Peace”.

139Tō peace|pīs śhabda kē sāth kōī viśhēṣh śhabda hō jō yunivarsal bhī hō aur sunnē sē hī lagē ki yah nyārē haĩ .

137So, along with the word “Peace”, let there be a special word that is universal, so that as soon as people hear it, they feel that that is something different.

140Tō invention karnā .

138So, invent something.

141Bākī achchhī bātē̃ haĩ .

139However, this is a good thing.

142Kam sē kam jitnā samay yah programme chalē utnā samay kuchh bhī hō jāē - svayã na aśhānt hōnā hai , na aśhānt karnā hai .

140For as long as this programme continues, no matter what happens, you yourselves at least must not become peaceless or make others peaceless for that time.

143Śhānti kō nahī̃ chhōṛnā hai .

141You must not let go of peace.

144Pahlē tō brāhmaṇ yah kaṅgan bāndhē̃gē nā  !

142First of all you Brahmins have to tie this bracelet on yourselves (make this promise).

145Jab unhō̃ kō bhī kaṅgan bāndhtē hō tō pahlē brāhmaṇ jab apnē kō kaṅgan bāndhē̃gē tab hī aurō̃ kō bhī bāndh sakē̃gē .

143Since you Brahmins are thinking of tying this bracelet on them, you will only be able to tie it on others when you first tie this bracelet on yourselves.

146Jaisē golden jubilee mē̃ sabhī nē kyā saṅkalp kiyā  ?

144What thought did all of you have for the Golden Jubilee?

147Ham samasyā svarūp nahī̃ banē̃gē , yahī saṅkalp kiyā nā .

145You had the thought that you would not become a problem, did you not?

148Iskō hī bār-bār underline kartē rahnā .

146Continue to underline this again and again.

149Aisē nahī̃ samasyā banō aur kahō ki samasyā svarūp nahī̃ banē̃gē .

147Let it not be that you become a problem and then say that you will not become an embodiment of problems.

150Tō yah kaṅgan bāndhnā pasand hai nā .

148So, you would like to tie this bracelet, would you not?

151Pahlē sva , pīchhē viśhva .

149First of all, on yourself and then on the world.

152Sva kā prabhāv viśhva par paṛtā hai .

150You yourself are able to make an impact on the world.

153Achchhā  !

151Achcha.

154Āj Europe kā turn hai .

152Today, it is the turn of Europe.

155Europe bhī bahut baṛā hai nā .

153Europe too is very big, is it not?

156Jitnā baṛā Europe hai utnī baṛī dil vālē hō nā .

154To the extent that Europe is big, do those from Europe, also have big hearts?

157Jaisē Europe kā vistār hai , jitnā vistār hai utnā hī sēvā mē̃ sār hai .

155To the extent that there is expansion in Europe, there is essence in service.

158Vināśh key|kī chingārī kahā̃ sē nikalī  ?

156Where did the spark of destruction emerge from?

159Europe sē nikalī nā  !

157It emerged from Europe, did it not?

160Tō jaisē vināśh kā sādhan Europe sē nikalā tō sthāpanā K|kē kārya mē̃ viśhēṣh Europe sē ātmāyē̃ prakhyāt hōnī hī hai .

158So, just as the means of destruction emerged from Europe, similarly, for the task of establishment, special souls from Europe have to be revealed.

161Jaisē pahlē bombs underground banē , pīchhē kārya mē̃ lāyē gayē . 162Aisē aisī ātmāyē̃ bhī taiyār hō rahī haĩ , abhī gupta haĩ , underground haĩ lēkin prakhyāt hō bhī rahī haĩ aur hōtī bhī rahē̃gī .

159Just as bombs were initially prepared underground and then put to use, in the same way, such souls are being prepared who are at present incognito and underground. 160However, they are to be revealed and will continue to be revealed.

163Jaisē her|har dēśh key|kī apnī-apnī viśhēṣhtā hōtī hai nā , tō yahā̃ bhī her|har sthān key|kī apnī viśhēṣhtā hai .

161Just as every country has its own speciality, so there, too, every place has its own speciality.

164Nām bālā karnē kē liē Europe kā yantra kām mē̃ āyēgā .

162The instruments from Europe will be useful for glorifying the name.

165Jaisē science K|kē yantra kārya mē̃ āyē , aisē āvāj buland karnē kē liē Europe sē yantra nimitt banē̃gē .

163Just as the instruments of science have been useful, so too, the instruments from Europe will be instrumental in spreading the sound.

166Naī viśhva taiyār karnē kē liē Europe hī āpkā madadgār banēgā .

164It will be Europe that will help in preparing the new world.

167Europe key|kī chīz sadā majbūt hōtī hai .

165Things from Europe are always strong.

168Jarmanī key|kī chīz kō sab mahatva dētē haĩ .

166Everyone gives a lot of importance to things from Germany.

169Tō aisē hī sēvā kē nimitt mahatva vālī ātmāyē̃ pratyakṣha hōtī rahē̃gī .

167So, too, important souls who are instruments for service will continue to be revealed. 168Do you understand?

170Samjhā . 171Europe bhī cum|kam nahī̃ hai .

169Europe is no less than anywhere else.

172Abhī pratyakṣhatā kā pardā khulnē śhurū hō rahā hai .

170The curtain of revelation is now beginning to open.

173Samay par bāhar ā jāyēgā .

171At the right time, you will come on stage.

174Achchhā hai , thōṛē samay mē̃ chārō̃ ōr vistār achchhā kiyā hai , rachnā achchhī rachī hai .

172It is good that you have had very good expansion in a short time and created a very good creation.

175Abhī is rachnā kō pālnā kā pānī dē majbūt banā rahē haĩ .

173Now you are giving the water of sustenance to that creation and making it strong.

176Jaisē Europe key|kī sthūl chījē̃ majbūt hōtī hai vaisē ātmāyē̃ bhī viśhēṣh achal aḍōl majbūt hōṅgī .

174Just as physical things from Europe are strong, so too, souls from there will also be especially unshakeable and immovable; they will be strong.

177Mēhnat muhabbat sē kar rahē hō isliē mēhnat , mēhnat nahī̃ hai lēkin sēvā key|kī lagan achchhī hai .

175You are making effort with love. 176Therefore, effort is not effort, but you have very good love for service.

178Jahā̃ lagan hai vahā̃ vighna ātē bhī samāpt hō , saphaltā miltī rahtī hai .

177Wherever there is love, obstacles that come immediately finish and you will continue to receive success.

179Vaisē total Europe key|kī agar quality dēkhō tō bahut achchhī hai .

178In any case, if you look at the quality of total Europe, it is very good.

180Brāhmaṇ bhī I|āī|eye . pī|P . haĩ .

179Brahmins are also IPs. 180In any case, they are IPs.

181Vaisē bhī I|āī|eye . pī|P . haĩ isliē Europe kē nimitt sēvādhāriyō̃ kō aur bhī snēh bharī śhrēṣhṭh pālnā sē majbūt kar viśhēṣh sēvā K|kē maidān mē̃ lātē rahō .

181Therefore, make the instrument servers from Europe even stronger by giving them elevated sustenance filled with love and continue, in particular, to bring them on to the field of service.

182Vaisē dharnī phal dēnē vālī hai .

182The land is one that will bear fruit. 183Achcha.

183Achchhā yah tō viśhēṣhtā hai jō bāp kā bantē hī dūsrō̃ kō banānē mē̃ lag jātē haĩ .

184You have the speciality that, as soon as you belong to the Father, you begin to make others belong to the Father.

184Himmat achchhī rakhtē haĩ aur himmat K|kē kāraṇ hī yah gift hai , jō sēvākēndra vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ .

185You have good courage and, because of this courage, you have the gift that makes service centres continue to expand.

185Quality bhī baṛhāō aur quantity bhī baṛhāō .

186Increase the quality and also the quantity.

186Dōnō̃ kā bēlēnsa hō .

187Let there be a balance of the two.

187Quality key|kī śhōbhā apnī hai aur quantity key|kī śhōbhā phir apnī hai .

188The beauty of quantity is different from the beauty of quality.

188Dōnō̃ hī chāhiē .

189Both are needed.

189Sirph quality hō quantity na hō tō bhī sēvā karnē vālē thak jātē haĩ isliē dōnō̃ hī apnī-apnī viśhēṣhtā K|kē kām K|kē haĩ .

190If there is just quality but no quantity, then those who are doing service get tired. 191This is why both are useful with their own specialities.

190Dōnō̃ key|kī sēvā jarūrī hai kyōṅki 9 lākh tō banānā hai nā .

192Both types of service are essential because 900,000 have to be created.

1919 lākh mē̃ vidēśh sē kitnē huē haĩ  ?

193Out of 900,000, how many have been created from the foreign lands? 194(5000).

192 ( 5 hajār ) achchhā - ēk kalp kā chakra tō pūrā kiyā .

195Achcha. 196At least the number of one kalpa has been completed.

193Vidēśh kō last sō fast kā vardān hai tō bhārat sē fast jānā hai kyōṅki bhārat vālō̃ kō dharnī banānē mē̃ mēhnat hōtī hai .

197The foreign lands have the blessing of coming last and going fast and so you have to go faster than Bharat because those from Bharat have to work hard to prepare the land.

194Vidēśh mē̃ kalrāṭhī jamīn nahī̃ hai .

198The land abroad is not barren.

195Yahā̃ pahlē burē kō achchhā banānā paṛtā hai .

199Here, those who have heard bad things first have to be made good again.

196Vahā̃ burā sunā hī nahī̃ hai tō burī bātē̃ ulṭī bātē̃ sunī hī nahī̃ isliē sāph hai .

200There, they haven’t heard anything bad, they haven’t heard anything bad or wrong and so they are very clean.

197Aur bhārat vālō̃ kō pahlē slate sāph karnī paṛtī hai phir likhnā paṛtā hai .

201Those from Bharat first have to clean their slates and then they have to write on them.

198Vidēśh kō samay pramāṇ vardān hai last sō fast kā isliē Europe kitnē lākh taiyār karēgā  ?

202According to the time, the foreign lands have the blessing of “last so fast”. 203So, how many hundreds of thousands will Europe prepare?

199Jaisē yah miliyan minute kā programme banāyā hai , aisē hī prajā kā banāō .

204Just as you have created this programme of “Million Minutes of Peace”, so too, prepare a programme to create subjects in the same way.

200Prajā tō ban saktī haĩ nā .

205Subjects can be created, can they not?

201Miliyan minute banā saktē hō tō miliyan prajā nahī̃ banā saktē hō .

206If you can collect a million minutes, can you not prepare a million subjects?

202Aur hī ēk lākh cum|kam 9 lākh hī kahtē haĩ  !

207Baba is saying one hundred thousand less than a million, He is only asking for 900,000!

203Samjhā - Europe vālō̃ kō kyā karnā hai .

208Do you understand what those from Europe have to do?

204Jōr śhōr sē taiyārī karō .

209Make preparations with a lot of force. 210Achcha.

205Achchhā - double vidēśhiyō̃ kā double luck hai , vaisē sabhī kō dō muraliyā̃ sunnē kō miltī āpkō double milī̃ .

211Double foreigners have double luck. 212In any case, everyone else only has a chance to listen to one murli, whereas you have received a double chance.

206Kānaphrē̃s bhī dēkhī , golden jubilee bhī dēkhī .

213You saw the conference and also the Golden Jubilee.

207Baṛī-baṛī dādiyā̃ bhī dēkhī .

214You also saw the senior Dadis.

208Gaṅgā , jamunā , gōdāvarī , brahmāputrā sab dēkhī .

215You saw Ganga (Ganges), Jamuna, Godavri, Brahmputra etc.

209Sab baṛī-baṛī dādiyā̃ dēkhī nā  !

216(Four main rivers of India).

210Ēk-ēk dādī key|kī ēk-ēk viśhēṣhtā saugāt mē̃ lēkar jānā tō sabhī key|kī viśhēṣhtā kām mē̃ ā jāyēgī .

217You saw all the senior Dadis, did you not? 218Take one speciality from each Dadi as a gift and those will be useful.

211Viśhēṣhatāō̃ K|kē saugāt key|kī jhōlī bhar karkē jānā .

219Go with your apron filled with the gifts of specialities.

212Ismē̃ kasṭam vālē nahī̃ rōkē̃gē .

220The customs people will not stop you with these gifts.

213Achchhā  !

221Achcha.

214Sadā viśhva kalyāṇkārī ban viśhva sēvā kē nimitt sachchē sēvādhārī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , sadā saphaltā K|kē janm siddha adhikār kō prāpt karnē vālī viśhēṣh ātmāyē̃ , sadā sva K|kē svarūp dvārā sarv kō svarūp key|kī samr̥ti dilānē vālī samīp ātmāyē̃ , sadā bēhad K|kē niṣhkām sēvādhārī ban uṛtī kalā mē̃ uṛnē vālē , double light bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

222To the elevated souls who are constant world benefactors and true servers, instruments for world service, to the special souls who always attain the birthright of success, to the souls who are close and, through their form, remind others of their own form, to those who always become altruistic servers in an unlimited way and fly in the flying stage, to the double-light children, BapDada’s love, remembrance and namaste.

Blessing

215Vardān  : apnē phariśhtē rūp dvārā gati-sadgati kā prasād bāṇṭnē vālē master gati-sadgati dātā bhav

223Blessing: May you be a master bestower of liberation and salvation who distributes the holy offering of liberation and salvation through your angelic form.

216Vartamān samay viśhva key|kī anēk ātmāyē̃ paristhitiyō̃ K|kē vaśh chillā rahī haĩ , kōī mãhagāī sē , kōī bhūkh sē , kōī tan K|kē rōg sē , kōī man key|kī aśhānti sē … sabkī najar tower of|off peace|pīs key|kī taraph jā rahī hai .

224 At present, all souls of the world are crying out because of adverse situations: some because everything is expensive, some crying out physically with their mouths, some because of physical illness, some because of the peacelessness in their minds. 225Everyone’s vision is going to the Tower of Peace.

217Sab dēkh rahē haĩ hā-hākār kē bād jay-jayakār kab hōtī hai .

226Everyone is watching to see when there will be the cries of victory after the cries of distress.

218Tō ab apnē sākārī phariśhtē rūp dvārā viśhva K|kē duḥkh dūr karō , master gati sadgati dātā ban bhaktō̃ kō gati aur sadgati kā prasād bāṇṭō .

227So, now with your physical angelic form, remove the sorrow of the world. 228Be a master bestower of liberation and salvation and give the devotees the holy offering (prasad) of liberation and salvation.

Slogan

219Slōgan  : bāpdādā K|kē her|har ādēś kō practical mē̃ lānē vālē hī ādarśamūrta bantē haĩ .

229Slogan: Only those who put into practical form BapDada’s every order become an example.

230*** Om Shanti ***