मंगलवार 14 जुलाई 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

014-07-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 14/07/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - is śharīr key|kī value tab hai jab ismē̃ ātmā pravēśh karē , lēkin sajāvaṭ śharīr key|kī hōtī , ātmā key|kī nahī̃ ' '

1Essence: Sweet children, only when a body has a soul inside it does it have any value. 2However, it is the body that is decorated, not the soul.

Question

2Praśhna  : tum bachchō̃ kā farj kyā hai  ? 3Tumhē̃ kaun-sī sēvā karnī hai  ?

3Question: What is the duty of you children? 4What service do you have to do?

Answer

4Uttar  : tumhārā farj hai - apnē hamjins kō nar sē nārāyaṇ , nārī sē lakṣhmī bannē key|kī yukti batānā .

5Answer: Your duty is to show your equals the way to change from an ordinary woman or man into Lakshmi or Narayan. 6You now have to do true spiritual service of Bharat.

5Tumhē̃ ab bhārat key|kī sachchī rūhānī sēvā karnī hai .

7Each of you has received a third eye of knowledge.

6Tumhē̃ gyān kā tīsrā nētra milā hai tō tumhārī buddhi aur chalan baṛī refine hōnī chāhiē . 7Kisī mē̃ mōh zarā bhī na hō .

8Therefore, your intellects and behaviour should be very refined. 9There shouldn’t be the slightest attachment to anyone.

Song

8Gīt  : nayan hīn kō rāh dikhāō …

10Song: Show the path to the blind dear God!

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Double śhānti .

12Double Om shanti.

11Tum bachchō̃ kō respond karnā chāhiē ōm śhānti .

13You children have to respond with “Om shanti.

12Hamārā svadharm hai śhānti .

14Our original religion is peace.

13Tum abhī śhānti kē liē thōṛēhī kahā̃ jāyēṅgē .

15You would not go anywhere else to find peace.

14Manuṣhya man key|kī śhānti kē liē sādhū-santō̃ kē pās bhī jātē haĩ nā .

16Human beings go to sages and holy men to attain peace of mind.

15Ab man-buddhi tō haĩ ātmā K|kē organs .

17However, the mind and intellect are organs of the soul.

16Jaisē yah śharīr K|kē organs haĩ vaisē man , buddhi aur chakṣhu . 17Ab chakṣhu jaisē yah nayan haĩ , vaisē vah nahī̃ haĩ .

18Just as these organs are of the body, so, the mind, the intellect and this eye too are organs of souls. 19This eye is not like physical eyes.

18Kahtē haĩ - hē prabhū , nayan hīn kō rāh batāō .

20People say: O God, show the path to the blind!

19Ab prabhū vā īśhvar kahnē sē vah bāp kā love nahī̃ ātā hai .

21One has no experience of the Father’s love by saying “Prabhu” or “Ishwar”.

20Bāp sē tō bachchō̃ kō varsā miltā hai .

22Children receive an inheritance from their father.

21Yahā̃ tō tum bāp K|kē sāmnē baiṭhē hō . 22Paṛhtē bhī hō .

23You are sitting here in front of the Father, and you are also studying.

23Tumkō kaun paṛhātē haĩ  ?

24Who is teaching you?

24Tum aisē nahī̃ kahē̃gē ki paramātmā vā prabhū paṛhātē haĩ .

25You would not say that the Supreme Soul or Prabhu is teaching you.

25Tum kahē̃gē śhivbābā paṛhātē haĩ .

26You would say that Shiv Baba is teaching you.

26Bābā akṣhar tō bilkul simple hai .

27The word “Baba” is very simple, and it is BapDada.

27Hai bhī bāpdādā .

28A soul is called a soul.

28Ātmā kō ātmā hī kahā jātā hai , vaisē vah param ātmā hai .

29In the same way, He is the Supreme Soul.

29Vah kahtē haĩ maĩ param ātmā yānī paramātmā tumhārā bāp hū̃ .

30He says: I am the Supreme Soul, that is, I am God, your Father.

30Phir mujh param ātmā kā drama anusār nām rakhā huā hai śhiv .

31Then, according to the drama, I, the Supreme Soul, have been given the name Shiva.

31Drama mē̃ sabkā nām bhī chāhiē nā .

32Everyone in the drama has to have a name.

32Śhiv kā mandir bhī hai .

33There is also the temple to Shiva.

33Bhakti mārg vālō̃ nē tō ēk kē badlē anēk nām rakh diyē haĩ .

34Instead of just the one name, people on the path of devotion have given many names.

34Aur phir ḍhēr K|kē ḍhēr mandir banātē rahtē haĩ . 35Chīz ēk hī hai .

35They continue to build many temples, but He is the same One.

36Sōmnāth kā mandir kitnā baṛā hai , kitnā sajātē haĩ .

36The Somnath Temple is so large. 37It has been decorated so much.

37Mahalō̃ ādi key|kī bhī kitnī sajāvaṭ rakhtē haĩ .

38The palaces etc. are also decorated a great deal.

38Ātmā key|kī tō kōī sajāvaṭ nahī̃ hai , vaisē param ātmā key|kī bhī sajāvaṭ nahī̃ hai . 39Vah tō bindī hai .

39Just as souls cannot be decorated, in the same way, the Supreme Soul cannot be decorated; He is just a point.

40Bākī jō bhī sajāvaṭ hai , vah śharīrō̃ kī hai .

40All the decoration is only of the body.

41Bāp kahtē haĩ - na hamārī sajāvaṭ hai , na ātmāō̃ key|kī sajāvaṭ hai .

41The Father says: Neither am I decorated nor are souls decorated.

42Ātmā hai hī bindī .

42Souls are just points.

43Itnī chhōṭī bindī tō kuchh part bajā na sakē .

43Such a tiny point cannot play a part.

44Vah chhōṭī-sī ātmā śharīr mē̃ pravēśh kartī hai tō śharīr key|kī kitnē prakār key|kī sajāvaṭ hōtī hai .

44When a tiny soul enters a body, the body is decorated in so many different ways.

45Manuṣhyō̃ K|kē kitnē nām haĩ .

45Human beings have so many names.

46King queen key|kī sajāvaṭ kaisē hōtī hai , ātmā tō simple bindī hai .

46Kings and queens are decorated so much, souls are simple points.

47Abhī tum bachchō̃ nē yah bhī samjhā hai . 48Ātmā hī gyān dhāraṇ kartī hai .

47You children have now understood that it is souls that imbibe knowledge.

49Bāp kahtē haĩ mērē mē̃ bhī gyān hai nā .

48The Father says: I too have knowledge.

50Śharīr mē̃ thōṛēhī gyān hōtā hai .

49The body does not have knowledge.

51Mujh ātmā mē̃ gyān hai , mujhē yah śharīr lēnā paṛtā hai tumkō sunānē kē liē .

50I, the soul, have knowledge. 51I have to take a body in order to speak this knowledge to you.

52Śharīr bigar tō tum sun na sakō .

52You cannot hear it without a body.

53Ab yah gīt banāyā hai , nayan hīn kō rāh batāō . . . . . . kyā śharīr kō rāh batānī hai  ? 54Nahī̃ .

53The song, “Show the path to the blind dear God”, has been composed.

55Ātmā kō . 56Ātmā hī pukārtī hai .

54Is it bodies that have to be shown the path?

57Śharīr kō tō dō nētra haĩ .

55No, souls have to be shown the path.

58Tīn tō hō na sakē̃ .

56It is souls that call out.

59Tīsrē nētra kā yahā̃ ( mastak mē̃ ) tilak bhī dētē haĩ .

57A body has two eyes; it cannot have three eyes.

60Kōī sirph bindī muāphik dētē haĩ , kōī lakīr nikāltē haĩ .

58The third eye is symbolised by a tilak on the forehead. 59Some just put a dot and others draw a line.

61Bindī tō hai ātmā .

60The dot symbolises the soul.

62Bākī gyān kā tīsrā nētra miltā hai .

61Each of you receives a third eye of knowledge.

63Ātmā kō pahlē yah gyān kā tīsrā nētra nahī̃ thā .

62Previously, none of you souls had a third eye of knowledge.

64Kōī bhī manuṣhya mātra kō yah gyān nahī̃ hai , isliē gyān nētrahīn kahā jātā hai .

63No human being has this knowledge. 64This is why they are said to be without the eye of knowledge.

65Bākī yah āṅkhē tō sabkō haĩ . 66Sārī duniyā mē̃ kōī kō yah tīsrā nētra nahī̃ hai .

65Although everyone has physical eyes, no one in the whole world has a third eye.

67Tum hō sarvōttam brāhmaṇ kul K|kē .

66You are the most elevated Brahmin clan.

68Tum jāntē hō bhakti mārg aur gyān mārg mē̃ kitnā fark hai .

67You know how much difference there is between the path of devotion and the path of knowledge.

69Tum rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jānkar chakravartī rājā bantē hō .

68By knowing the knowledge of the Creator and the beginning, the middle and the end of creation, you become rulers of the globe.

70Jaisē I|āī|eye . see|sī|C . S . vālē bhī bahut ūñchā pad pātē haĩ .

69Those who study for the I.C.S. claim a very high status.

71Parantu yahā̃ kōī paṛhāī sē aim|M|am . pī|P . ādi nahī̃ bantē haĩ .

70However, here, you don't become an M.P. etc. by studying.

72Yahā̃ tō cunāv hōtē haĩ , votes par aim|M|am . pī|P . ādi bantē haĩ .

71Here, M.P.s are elected; they become M.P.s etc. on the basis of the votes they receive.

73Abhī tum ātmāō̃ kō bāp key|kī śhrīmat miltī hai .

72You souls are now receiving shrimat from the Father.

74Aur kōī bhī aisē nahī̃ kahē̃gē ki ham ātmā kō mat dētē haĩ .

73No one else can say: I am giving directions to souls.

75Vah tō sab haĩ dēh-abhimānī .

74All of them are body conscious.

76Bāp hī ākar dēhī-abhimānī bannā sikhlātē haĩ .

75Only the Father comes and teaches you to become soul conscious.

77Sab haĩ dēh-abhimānī .

76All are body conscious.

78Manuṣhya śharīr kā kitnā bhabhkā rakhtē haĩ .

77Human beings take so much pride in their bodies.

79Yahā̃ tō bāp ātmāō̃ kō hī dēkhtē haĩ .

78Here, the Father only looks at souls.

80Śharīr tō vināśhī , worth not A penny hai .

79Bodies are perishable, not worth a penny!

81Jānvarō̃ key|kī tō phir bhī khāl ādi biktī hai .

80At least the skins of animals can be sold.

82Manuṣhya kā śharīr tō kōī kām mē̃ nahī̃ ātā .

81The bodies of human beings are of no use at all!

83Ab bāp ākar worth pound banātē haĩ .

82The Father now comes and makes you worth a pound.

84Tum bachchē jāntē hō ki abhī ham sō dēvtā ban rahē haĩ tō yah naśhā chaṛhā rahnā chāhiē .

83You children know that you are now becoming deities. 84Therefore, you should have the intoxication of that.

85Parantu yah naśhā bhī number-vār purūṣhārth anusār rahtā hai .

85However, your intoxication remains numberwise according to the effort each of you makes.

86Dhan kā bhī naśhā hōtā hai nā .

86People have intoxication of wealth too.

87Abhī tum bachchē bahut dhanvān bantē hō . 88Tumhārī bahut kamāī hō rahī hai .

87You children are now becoming very wealthy; you are earning huge incomes.

89Tumhārī mahimā bhī anēk prakār kī hai .

88You are praised in many ways. 89You are creating the garden of flowers.

90Tum phūlō̃ kā bagīchā banātē hō .

90The golden age is called the garden of flowers.

91Satyug kō kahā jātā hai garden of flowers .

91No one knows when that sapling is planted.

92Iskā sapling kab lagtā hai - yah bhī kiskō patā nahī̃ .

92The Father is explaining to you. 93People call out: O Master of the Garden, come!

93Tumkō bāp samjhātē haĩ .

94He would not be called the Gardener.

94Bulātē bhī haĩ - hē bāgvān āō .

95You children who look after centres are called gardeners.

95Unkō mālī nahī̃ kahē̃gē .

96There are many types of gardener.

96Mālī tum bachchē hō jō centres sambhāltē hō .

97There is only the one Master of the Garden.

97Mālī anēk prakār K|kē hōtē haĩ . 98Bāgvān ēk hī hai .

98The gardener of the Mughal Gardens must receive a very high salary.

99Mugal garden K|kē mālī kō pagār bhī itnā baṛā miltā hōgā nā .

99He has created such beautiful gardens that everyone goes there to see them.

100Bagīchā aisā sundar banātē haĩ jō sab dēkhnē ātē haĩ .

100The Mughals were very fond of such things.

101Mugal lōg bahut śhaukīn hōtē thē , unkī strī marī tō tājmahal banāyā .

101When the wife of Shah Jahan died, he built the Taj Mahal in memory of her.

102Unkā nām chalā ātā hai .

102Their names are still remembered.

103Kitnē achchhē-achchhē yādgār banāyē haĩ .

103They have created such beautiful memorials.

104Tō bāp samjhātē haĩ , manuṣhya key|kī kitnī mahimā hōtī hai .

104So, the Father explains that human beings are praised so much. 105Human beings are human beings.

105Manuṣhya tō manuṣhya hī haĩ .

106Many human beings die in war.

106Laṛāī mē̃ ḍhēr K|kē ḍhēr manuṣhya martē haĩ phir kyā kartē haĩ .

107Then, what is done to them? 108Petrol or kerosene is poured on all the bodies to burn them.

107Ghāslēṭ , petrol ḍāl khalās kar dētē haĩ . 108Kōī tō aisē hī paṛē rahtē haĩ .

109Some remain lying there just like that; they are not buried; there is no respect at all.

109Daphan thōṛēhī kartē haĩ . 110Kuchh bhī mān nahī̃ .

110You children should now have the intoxication of becoming Narayan.

111Tō ab tum bachchō̃ kō kitnā nārāyaṇī naśhā chaṛhnā chāhiē .

111This is the intoxication of becoming a master of the world. 112This is the story of the true Narayan.

112Yah hai viśhva K|kē mālikpanē kā naśhā .

113Therefore, you would definitely become Narayan.

113Satya nārāyaṇ kī kathā hai tō jarūr nārāyaṇ hī banē̃gē .

114Each of you souls receives a third eye of knowledge. 115It is the Father who gives it.

114Ātmā kō gyān kā tīsrā nētra miltā hai .

116There is also the story of the third eye.

115Dēnē vālā hai bāp . 116Tījrī kī kathā bhī hai .

117The Father sits here and explains the meaning of all these stories.

117In sabkā arth|earth bāp baiṭh samjhātē haĩ .

118Those who relate these stories don't know anything at all.

118Kathā sunānē vālē kuchh bhī nahī̃ jāntē .

119They also tell the story of immortality.

119Amarkathā bhī sunātē haĩ .

120They go so far to Amarnath.

120Ab amarnāth par kahā̃ dūr-dūr jātē haĩ .

121The Father comes here and tells you this story.

121Bāp tō yahā̃ ākar sunātē haĩ .

122He doesn't relate it from up above.

122Ūpar tō sunātē nahī̃ haĩ . 123Vahā̃ thōṛēhī pārvatī kō baiṭh amarkathā sunāī .

123It wasn't that He sat up there and related the story of immortality to Parvati.

124Yah kathāyē̃ ādi jō banāī haĩ - yah bhī drama mē̃ nūndh haĩ .

124All the devotional stories that have been made up are fixed in the drama.

125Phir bhī hōgā .

125That will happen again.

126Bāp baiṭh tum bachchō̃ kō bhakti aur gyān kā contrast batātē haĩ .

126The Father sits here and shows you children the contrast between knowledge and devotion.

127Abhī tumkō gyān kā tīsrā nētra milā hai .

127You have now each received a third eye of knowledge.

128Kahtē haĩ nā - hē prabhū , andhō̃ kō rāh batāō .

128They say: O God, show the path to the blind!

129Bhakti mārg mē̃ pukārtē haĩ .

129They call out on the path of devotion.

130Bāp ākar tīsrā nētra dētē haĩ jiskā kōī kō patā nahī̃ hai sivāē tumhārē .

130The Father comes and gives each of you a third eye of knowledge. 131No one except you knows about this.

131Gyān kā tīsrā nētra nahī̃ hai tō kahē̃gē cū̃cā , dhundhakārī .

132Someone who doesn't have a third eye of knowledge is called one-eyed or half blind.

132Āṅkhē̃ bhī kōī key|kī kaisī , kōī key|kī kaisī hōtī hai nā .

133The eyes of people are different from one another.

133Kōī key|kī bahut śhōbhāvān āṅkhē̃ hōtī haĩ .

134Some people's eyes are very beautiful.

134Phir us par inām bhī miltā hai phir nām rakhtē haĩ miss India , miss phalānī .

135They are given prizes because of their beauty. 136They are called "Miss India" or "Miss So-and-so".

135Tum bachchō̃ kō ab bāp kyā sē kyā banātē haĩ .

137Look what the Father is now making you children into from what you were.

136Vahā̃ tō natural beauty rahtī hai .

138There is natural beauty there.

137Kr̥iṣhṇa key|kī itnī mahimā kyō̃ hai  ?

139Why is Krishna praised so much?

138Kyōṅki sabsē jāstī beautiful bantē haĩ .

140Because he becomes the most beautiful one of all.

139Number one mē̃ karmātīt avasthā kō pātē haĩ , isliē number one mē̃ gāyan hai .

141He claims the number one karmateet stage. 142This is why his praise is number one.

140Yah bhī bāp baiṭh samjhātē haĩ .

143The Father sits here and explains all of this to you.

141Bāp bār-bār kahtē haĩ - bachchē , manmanābhav .

144The Father says again and again: Children, “Manmanabhav!”

142Hē ātmāyē̃ apnē bāp kō yād karō .

145O souls, remember your Father!

143Bachchō̃ mē̃ bhī number-vār tō haĩ nā .

146It is numberwise amongst you children too.

144Laukik bāp kō bhī samjhō 5 bachchē haĩ , unmē̃ jō bahut sayānā hōgā unkō number one rakhē̃gē .

147For instance, when a father has five children, if one is very sensible, he would be number one.

145Mālā kā dānā huā nā .

148They would be like beads of a rosary.

146Kahē̃gē yah dūsrā number hai , yah tīsrā number hai .

149He would say: This one is the second number and this one is the third number.

147Ēk jaisē kabhī nahī̃ hōtē haĩ .

150They can never all be the same.

148Bāp kā pyār bhī number-vār hōtā hai .

151The father's love for them would also be numberwise.

149Vah hai had key|kī bāt .

152That is a limited aspect.

150Yah hai bēhad key|kī bāt .

153Here, it is an unlimited aspect.

151Jin bachchō̃ kō gyān kā tīsrā nētra milā hai unkī buddhi aur chalan ādi baṛī refine hōtī hai .

154The behaviour and intellects of the children who have received a third eye of knowledge are very refined. 155There is the king flower.

152Ēk king of|off flower hōtā hai tō yah brahmā aur sarasvatī king queen flower ṭhaharē .

156Similarly, this Brahma and Saraswati are the king and queen flowers. 157They are clever in both knowledge and yoga.

153Gyān aur yād dōnō̃ mē̃ tīkhē haĩ .

158You know that you are becoming deities.

154Tum jāntē hō ham dēvtā bantē haĩ .

159Eight main ones become the eight jewels.

155Mukhya 8 ratna bantē haĩ . 156Pahlē-pahlē hai fool|phūl .

160First of all, there is the Flower, the tassel.

157Phir yugal dānā brahmā-sarasvatī .

161Then there is the dual-bead, Brahma and Saraswati.

158Mālā simartē haĩ nā .

162People turn the beads of a rosary.

159Vāstav mē̃ tumhārā pūjan nahī̃ hai , simraṇ hai .

163In fact, you are not worshipped; you are only remembered.

160Tumhārē ūpar fool|phūl nahī̃ chaṛh saktē haĩ .

164Flowers mustn’t be offered to you.

161Fool|phūl tab chaṛhē jab śharīr bhī pavitra hō .

165Flowers can only be offered when bodies are pure.

162Yahā̃ kōī kā bhī śharīr pavitra nahī̃ hai .

166Here, no one's body is pure.

163Sab viṣh sē paidā hōtē haĩ , isliē vikārī kahā jātā hai .

167Everyone is born through the poison of vice and this is why they are called vicious.

164In lakṣhmī-nārāyaṇ kō kahtē hī hai sampūrṇ nirvikārī .

168Lakshmi and Narayan are said to be completely viceless.

165Bachchē tō paidā hōtē hōṅgē nā . 166Aisē tō nahī̃ kōī tube sē bachchā paidā hō jāyēgā .

169Children will be born there too; it isn't that babies will be born in tubes.

167Yah bhī sab samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

170All of these things have to be understood.

168Tum bachchō̃ kō yahā̃ 7 rōz bhaṭṭhī mē̃ biṭhāyā jātā hai .

171You children are made to sit here in a bhatthi for seven days.

169Bhaṭṭhī mē̃ īṭē̃ kōī tō pūrī pak jātī haĩ , kōī kachchī rah jātī haĩ .

172Some bricks are made very strong in a furnace, whereas others remain weak.

170Bhaṭṭhī kā misāl dētē haĩ .

173The example of the furnace is given.

171Ab īṭ key|kī bhaṭṭhī kā thōṛēhī śhāstrō̃ mē̃ varṇan hō saktā hai .

174How could bricks in a furnace be mentioned in the scriptures?

172Phir usmē̃ billī key|kī bhī bāt hai .

175Then, the story of the kittens is also mentioned.

173Gulabakāvalī key|kī kahānī mē̃ bhī billī kā nām dikhāyā hai .

176There is also the story of Gul-Bakavli that mentions a cat.

174Dīvē ( dīpak ) kō bujhā dētī thī .

177The cat extinguishes the lamp.

175Tumhārā bhī yah hall|hāl hōtā hai nā .

178The same happens to you!

176Māyā billī vighna ḍāl dētī hai .

179Maya, the cat, causes obstacles.

177Tumhārī avasthā kō hī girā dētī hai .

180She makes your stage fall.

178Dēh-abhimān hai pahlā number phir aur vikār ātē haĩ .

181Body consciousness is number one, and then the other vices follow.

179Mōh bhī bahut hōtā hai .

182There is also a lot of attachment.

180Bachchī kahē maĩ bhārat kō svarg banānē key|kī rūhānī sēvā karū̃gī , mōh vaśh mā̃-bāp kahtē ham allow nahī̃ karē̃gē . 181Yah bhī kitnā mōh hai .

183A daughter would say: I will do spiritual service to make Bharat into heaven, but, because of their attachment, the parents would say: We won't allow this.

182Tumhē̃ mōh key|kī billī yā billā nahī̃ bannā hai .

184There is so much attachment! 185You mustn't become a cat of attachment.

183Tumhārī aim object hī yah hai . 184Bāp ākar manuṣhya sē dēvtā , nar sē nārāyaṇ banātē haĩ .

186The Father comes and makes you into a deity from an ordinary human, Narayan from an ordinary man.

185Tumhārā bhī farj hai apnē hamjins key|kī sēvā karnā , bhārat key|kī service karnā .

187This is your aim and objective. 188Your duty is to serve your equals and to serve Bharat.

186Tum jāntē hō ham kyā thē , kyā ban gayē haĩ .

189You know what you were and what you have now become.

187Ab phir purūṣhārth karō rājāō̃ kā rājā bannē kē liē .

190Now make effort once again to become a king of kings.

188Tum jāntē hō ham apnā rājya sthāpan kartē haĩ .

191You know that you are establishing your own kingdom.

189Kōī taklīph key|kī bāt nahī̃ .

192There is no question of difficulty in this.

190Vināśh kē liē bhī drama mē̃ yukti rachī huī hai .

193The way destruction will take place is created in the drama.

191Āgē bhī mūsalō̃ sē laṛāī lagī thī .

194Previously, too, there was the war with missiles.

192Jab tumhārī pūrī taiyārī hō jāyēgī , sab fool|phūl ban jāyēṅgē tab vināśh hōgā .

195Destruction will take place when all your preparations are made and all of you have become flowers.

193Kōī king of|off flower haĩ , kōī gulāb , kōī mōtiyā haĩ .

196Someone is a king of flowers, others are roses and others are jasmine.

194Har ēk apnē kō achchhī rīti samajh saktē haĩ ki ham ak haĩ vā fool|phūl haĩ  ?

197Each of you can understand for yourself whether you are an uck flower or another type of flower.

195Bahut haĩ jinkō gyān key|kī kuchh dhārṇā nahī̃ hōtī hai .

198There are many who are unable to imbibe any knowledge at all.

196Number-vār tō banē̃gē nā . 197Yā tō bilkul highest , yā tō bilkul lowest .

199Everyone is numberwise: from being completely the highest they would become completely the lowest.

198Rājdhānī yahā̃ hī bantī hai .

200The kingdom is created here.

199Śhāstrō̃ mē̃ tō dikhāyā hai pāṇḍav gal marē phir kyā huā , kuchh bhī patā nahī̃ .

201In the scriptures, the Pandavas have been portrayed melting away. 202Nothing is known of what happened afterwards.

200Kathāyē̃ tō bahut banāī haĩ , aisī kōī bāt hai nahī̃ .

203Many stories have been written, but nothing like that happened.

201Abhī tum bachchē kitnē svachchha buddhi bantē hō .

204The intellects of you children are now becoming so clean.

202Bābā tumkō bahut prakār sē samjhātē rahtē haĩ .

205Baba continues to explain to you in many different ways.

203Kitnā sahaj hai .

206It is so easy!

204Sirph bāp kō aur varsē kō yād karnā hai .

207Simply remember the Father and your inheritance.

205Bāp kahtē haĩ maĩ hī patit-pāvan hū̃ .

208The Father says: I alone am the Purifier.

206Tumhārī ātmā aur śharīr dōnō̃ patit haĩ .

209Both you, the souls, and your bodies are impure.

207Ab pāvan bannā hai .

210You now have to become pure.

208Ātmā pavitra bantī hai tō śharīr bhī pavitra bantā hai .

211When a soul becomes pure, the body too becomes pure.

209Abhī tumkō bahut mēhnat karnī hai .

212You have to make a lot of effort.

210Bāp kahtē haĩ - bachchē bahut kamzōr haĩ . 211Yād bhūl jātī hai .

213The Father says: Some children are very weak.

212Bābā khud apnā anubhav batātē haĩ .

214They forget to remember the Father.

213Bhōjan par yād kartā hū̃ - śhivbābā hamkō khilātē haĩ phir bhūl jātē haĩ .

215Baba relates his own experience: While having my meal, I remember that Shiv Baba is feeding me.

214Phir smr̥iti mē̃ ātā hai .

216Then, I forget and I then suddenly remember again.

215Tumhārē mē̃ bhī number-vār purūṣhārth anusār haĩ .

217You too are numberwise, according to the effort you make.

216Kōī tō bandhanmukt hōtē huē bhī phir phans martē haĩ .

218Some are free from bondage, but they then become trapped.

217Dharm K|kē bhī bachchē banā dētē haĩ .

219They even adopt children.

218Abhī tum bachchō̃ kō gyān kā tīsrā nētra dēnē vālā bāp milā huā hai - inkō phir nām diyā hai tījrī kī kathā arthāt tīsrā nētra milnē key|kī kathā .

220You children have now found the Father who gives each of you a third eye of knowledge. 221They have referred to this as the story of receiving the third eye.

219Ab tum nāstik sē āstik bantē hō .

222You are now becoming theists from atheists.

220Bachchē jāntē haĩ bāp bindī hai .

223You children know that the Father is a point.

221Gyān kā sāgar hai .

224He is the Ocean of Knowledge.

222Vah tō kah dētē nām-rūp sē nyārā hai .

225People say that He is beyond name and form.

223Arē , gyān kā sāgar tō jarūr gyān sunānē vālā hōgā nā .

226Oh! but since He is the Ocean of Knowledge, He would definitely be the One who speaks that knowledge.

224Inkā rūp bhī liṅg dikhātē haĩ phir unkō nām-rūp sē nyārā kaisē kahtē  !

227His form is also shown as an oval image. 228Therefore, how could He be beyond name and form?

225Saikṛō̃ nām rakh diyē haĩ .

229He has been given hundreds of names.

226Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ yah sārā gyān achchhī rīti rahnā chāhiē .

230All of this knowledge should remain in the intellects of you children very well.

227Kahtē bhī haĩ paramātmā gyān kā sāgar hai .

231It is said that God is the Ocean of Knowledge.

228Sārā jaṅgal kalam banāō tō bhī ant nahī̃ hō saktā hai .

232Even if the whole forest were made into pens and the ocean into ink, there would be no end to the knowledge.

229Achchhā .

233Achcha.

230Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

234To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

231Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

235The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

232Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

236Essence for dharna:

2331 ) abhī ham bāp dvārā birth pound banē haĩ , ham sō dēvtā bannē vālē haĩ , isī nārāyaṇī naśhē mē̃ rahnā hai , bandhan-mukt ban sēvā karnī hai .

237 1. You have now been made worth a pound by the Father. 238You are going to become deities. 239Therefore, maintain the intoxication of becoming like Narayan. 240Become free from bondage and do service.

234Bandhanō̃ mē̃ phansnā nahī̃ hai .

241Don't become trapped by any bondage.

2352 ) gyān-yōg mē̃ tīkhē ban māt-pitā samān king of|off flower bannā hai aur apnē hamjins key|kī bhī sēvā karnī hai .

242 2. Become clever in knowledge and yoga and become a king of flowers like the mother and father. 243Also serve your equals.

Blessing

236Vardān  : kyō̃ , kyā K|kē question key|kī jāl sē sadā mukt rahnē vālē viśhva sēvādhārī chakravartī bhav

244Blessing: May you be a world server who remains free from the web of any questions such as “Why?” and “What?” and become a ruler of the globe

237Jab svadarśhan chakra right taraph chalnē kē bajāē wrong taraph chal jātā hai tab māyājīt bannē kē bajāē par K|kē darśhan K|kē uljhan K|kē chakra mē̃ ā jātē hō jissē kyō̃ aur kyā K|kē question key|kī jāl ban jātī hai jō svayã hī rachtē aur phir svayã hī phans jātē isliē knowledgeful ban svadarśhan chakra phirātē rahō tō kyō̃ kyā K|kē question key|kī jāl sē mukt hō yōgyukt , jīvanmukt , chakravartī ban bāp kē sāth viśhva kalyāṇ key|kī sēvā mē̃ chakra lagātē rahē̃gē .

245 When the discus of self-realisation spins the wrong way instead of the right way, then, instead of becoming a conqueror of Maya, you get caught up in the spinning of confusion of looking at others with which the web of questions such as “Why?” and “What?” is created. 246You yourself create it and then you yourself become trapped in it. 247So, be knowledge-full and continue to spin the discus of self-realisation and you will become free from any web of any questions “Why?” or “What?” 248You will become yogyukt, liberated in life and a ruler of the globe and you will continue to tour around with the Father doing the service of world benefit.

238Viśhva sēvādhārī chakravartī rājā ban jāyēṅgē .

249By becoming a world server you will become a king who rules the globe.

Slogan

239Slōgan  : plain|plane buddhi sē plan kō practical mē̃ lāō tō saphaltā samāī huī hai .

250Slogan: Put your plans into a practical form with a plain intellect and success will be merged in that.

251*** Om Shanti ***