शनिवार 18 जुलाई 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
018-07-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 18/07/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum double ahiṃsak rūhānī sēnā hō tumhē̃ śhrīmat par apnī daivī rājdhānī sthāpan karnī hai ' '
1Essence: Sweet children, you are the doubly non-violent spiritual army. 2You have to establish your divine kingdom by following shrimat.
Question
2Praśhna : tum rūhānī sēvādhārī bachchē sabhī kō kis bāt key|kī chētāvanī dētē hō ?
3Question: What should you spiritual servers caution everyone about?
Answer
3Uttar : tum sabhī kō chētāvanī dētē hō ki yah vahī mahābhārat laṛāī kā samay hai , ab yah purānī duniyā vināśh hōnī hai , bāp naī duniyā kī sthāpanā karā rahē haĩ .
4Answer: Caution everyone: This is the time of that same Mahabharat War. 5This old world is now going to be destroyed. 6The Father is inspiring the new world to be established. 7After destruction, there will be cries of victory.
4Vināśh kē bād phir jayjaykār hōgī . 5Tumhē̃ āpas mē̃ milkar rāy karnī chāhiē ki vināśh K|kē pahlē sabkō bāp kā parichay kaisē milē .
8You should all get together and discuss how to give everyone the Father’s introduction before destruction takes place.
Song
6Gīt : tūnē rāt ganvāī sō K|kē …
9Song: You wasted the night in sleeping and the day in eating!
Murli
7Ōm śhānti .
10Om shanti.
8Bāp samjhā rahē haĩ ūñch tē ūñch hai bhagvān phir unkō ūñch tē ūñch commander in chief ādi bhī kahō kyōṅki tum sēnā hō nā .
11The Father explains that God is the Highest on High. 12Then, because you are an army, He can also be called the Commander-in-Chief.
9Tumhārā supreme commander kaun hai ?
13Who is your Supreme Commander?
10Yah bhī jāntē hō dō sēnāyē haĩ - vah hai jismānī , tum hō rūhānī .
14You know that there are two types of army. 15Those are physical armies, whereas you are a spiritual army.
11Vah had K|kē , tum bēhad K|kē . 12Tumhārē mē̃ commanders bhī haĩ , general bhī haĩ , lēphṭīnēṇṭ bhī haĩ .
16Those armies are limited whereas you are an unlimited army. 17You have commanders, generals and also lieutenants.
13Bachchē jāntē haĩ ham śhrīmat par rājdhānī sthāpan kar rahē haĩ .
18You children know that you are establishing your kingdom by following shrimat.
14Laṛāī ādi key|kī tō kōī bāt nahī̃ .
19There is no question of a war etc.
15Ham sārē viśhva par phir sē apnā daivī rājya sthāpan kar rahē haĩ śhrīmat par .
20We are once again establishing our divine kingdom over the whole world by following shrimat.
16Kalp-kalp hamārā yah part bajtā hai .
21We act out this part every cycle.
17Yah sab haĩ bēhad key|kī bātē̃ .
22All of these matters are unlimited.
18Un laṛāiyō̃ mē̃ yah bātē̃ nahī̃ .
23These things don’t apply to those battles.
19Ūñch tē ūñch bāp hai .
24The Father is the Highest on High.
20Unkō jādūgar , ratnāgar , gyān kā sāgar bhī kahtē haĩ .
25He is also called the Magician, the Jewel Merchant and the Ocean of Knowledge.
21Bāp key|kī mahimā aparam-apār hai .
26The praise of the Father is limitless.
22Tumhē̃ buddhi sē sirph bāp kō yād karnā hai .
27Your intellects simply have to have remembrance of the Father.
23Māyā yād bhulā dētī hai .
28Maya makes you forget to have remembrance of Him.
24Tum hō double ahiṃsak rūhānī sēnā .
29You are the doubly non-violent spiritual army.
25Tumkō yahī khyāl hai ki ham apnā rājya kaisē sthāpan karē̃ .
30Your only concern is how to establish your kingdom.
26Drama jarūr karāyēgā .
31The drama definitely will make you do this.
27Purūṣhārth tō karnā hōtā hai nā .
32You do have to make effort, do you not?
28Jō achchhē-achchhē bachchē haĩ , āpas mē̃ rāy karnī chāhiē .
33You good children should discuss this among yourselves.
29Māyā sē yuddha tō ant tak tumhārī chaltī rahēgī .
34Your war with Maya will continue till the end.
30Yah bhī jāntē hō mahābhārat laṛāī hōnī hai jarūr .
35You know that the Mahabharat War is also definitely going to happen.
31Nahī̃ tō purānī duniyā kā vināśh kaisē hō .
36How else would the destruction of the old world take place?
32Bābā hamkō śhrīmat dē rahē haĩ .
37Baba is giving us shrimat.
33Ham bachchō̃ kō phir sē apnā rājya-bhāgya sthāpan karnā hai .
38We children have to establish our kingdom once again.
34Is purānī duniyā kā vināśh hō phir bhārat mē̃ jayjaykār hō jānā hai , jiskē liē tum nimitt banē hō .
39After this old world is destroyed, there will be cries of victory in Bharat. 40You have become the instruments for this.
35Tō āpas mē̃ milnā chāhiē . 36Kaisē-kaisē ham service karē̃ . 37Sabhī kō bāp kā paigām sunāyē̃ ki ab is purānī duniyā kā vināśh hōnā hai .
41Therefore, meet among yourselves and discuss ways of doing service so that you can give everyone the Father's message that this old world is to be destroyed.
38Bāp naī duniyā kī sthāpanā kar rahē haĩ .
42The Father is establishing the new world.
39Laukik bāp bhī nayā makān banātē haĩ tō bachchē khuśh hōtē haĩ .
43When a physical father builds a new home, his children become happy.
40Vah hai had key|kī bāt , yah hai sārē viśhva key|kī bāt .
44That is a limited aspect whereas this is a matter of the whole world.
41Naī duniyā kō satyug , purānī duniyā kō kaliyug kahā jātā hai .
45The new world is called the golden age and the old world is called the iron age.
42Ab purānī duniyā hai tō yah mālūm hōnā chāhiē - bāp kab aur kaisē ākar naī duniyā sthāpan kartē haĩ .
46It is now the old world. 47Therefore, you should know when and how the Father establishes the new world.
43Tumhārē mē̃ number-vār puruṣhārth anusār jāntē haĩ .
48Those of you who know this know it, numberwise, according to the effort you make.
44Baṛē tē baṛā hai bāp , bākī phir number-vār mahārathī , ghōṛēsavār , pyādē haĩ .
49The greatest of all is the Father. 50Then the rest are numberwise elephant riders, cavalry and infantry.
45Commander , captain yah tō sirph misāl dē samjhāyā jātā hai .
51Commanders and captains are mentioned just as examples in order to explain to you.
46Tō bachchō̃ kō āpas mē̃ mil rāy nikālnī chāhiē ki sabkō bāp kā parichay kaisē dē̃ , yah hai rūhānī sēvā .
52You children should meet amongst yourselves and discuss ways of giving the Father’s introduction. 53This is spiritual service.
47Ham apnē bhāī-bahinō̃ kō chētāvanī kaisē dē̃ ki bāp naī duniyā sthāpan karnē kē liē āyē haĩ .
54How can we caution our brothers and sisters and tell them that the Father has now come to establish the new world?
48Purānī duniyā kā vināśh bhī sāmnē khaṛā hai .
55Destruction of the old world is now standing in front of you.
49Yah vahī mahābhārat laṛāī hai .
56This is the same Mahabharat War.
50Manuṣhya tō yah bhī samajhtē nahī̃ haĩ ki mahābhārat laṛāī kē bād phir kyā !
57Human beings don’t even know what happens after the Mahabharat War.
51Tum abhī feel kartē hō ki abhī ham saṅgam par puruṣhōttam ban rahē haĩ .
58You feel that you are now becoming the most elevated human beings at this confluence age.
52Ab bāp āyē haĩ puruṣhōttam banānē . 53Ismē̃ laṛāī ādi key|kī kōī bāt hī nahī̃ hai .
59The Father has come to make you into the most elevated human beings. 60There is no question of a war in this.
54Bāp samjhātē haĩ - bachchē , patit duniyā mē̃ ēk bhī pāvan nahī̃ hō saktā aur pāvan duniyā mē̃ phir ēk bhī patit nahī̃ hō saktā .
61The Father explains: Children, there cannot be a single pure person in this impure world, and there cannot be a single impure person in the pure world.
55Itnī chhōṭī bāt bhī kōī samajhtē nahī̃ haĩ .
62No one understands such a small matter!
56Tum bachchō̃ kō sab chitrō̃ ādi kā sār samjhāyā jātā hai .
63All the pictures etc., are explained to you children in essence.
57Bhakti mārg mē̃ manuṣhya jap-tap , dān-puṇya ādi jō bhī kartē haĩ , ussē alpkāl kē liē kāg viṣhṭā samān sukh key|kī prāpti hōtī hai .
64Whatever people do on the path of devotion, such as chanting, doing penance, giving donations and performing charity etc., it only brings them happiness that is as temporary as the droppings of a crow.
58Parantu jab kōī yahā̃ ākar samajhē tab yah bātē̃ buddhi mē̃ baiṭhē̃ .
65However, it is only when you come here and understand these things that it will then sit in your intellects.
59Yah hai hī bhakti kā rājya . 60Gyān riñchak bhī nahī̃ .
66It is now the kingdom of devotion; there isn’t the slightest knowledge.
61Jaisē patit duniyā mē̃ pāvan ēk bhī nahī̃ , vaisē gyān bhī ēk K|kē sivāē aur kōī mē̃ nahī̃ .
67Just as there is no one pure in this impure world, so too, no one but the One has any of this knowledge.
62Vēd-śhāstra ādi sab bhakti mārg K|kē haĩ . 63Sīṛhī utarnī hī hai .
68The Vedas and scriptures etc., all belong to the path of devotion.
64Abhī tum brāhmaṇ banē hō , ismē̃ number-vār sēnā hai .
69You have to come down the ladder. 70You have now become Brahmins.
65Mukhya-mukhya jō commander , captain , general ādi haĩ , unhō̃ kō āpas mē̃ mil rāy karnī chāhiē , ham bābā kā sandēśh kaisē dēvē̃ .
71This army is numberwise. 72The main ones, such as commanders, captains and generals etc., should meet together and discuss how to give Baba’s message.
66Bachchō̃ kō samjhāyā hai - messenger , paigambar athavā gurū ēk hī hōtā hai .
73It has been explained to you children that the Messenger, Preceptor and Guru are all One.
67Bākī sab haĩ bhakti mārg K|kē .
74All others belong to the path of devotion.
68Saṅgamyugī sirph tum hō .
75Only you are at the confluence age.
69Yah lakṣhmī-nārāyaṇ aim object bilkul accurate hai .
76The aim and objective of becoming Lakshmi and Narayan is absolutely accurate.
70Bhaktimārg mē̃ satya nārāyaṇ kī kathā , tījrī kī kathā , amar kathā baiṭh sunātē haĩ .
77On the path of devotion, they relate the story of the true Narayan, the story of the third eye and the story of immortality.
71Abhī bāp tumkō sachchī satya nārāyaṇ kī kathā sunā rahē haĩ .
78The Father is now telling you the story of the true Narayan.
72Bhaktimārg mē̃ haĩ past key|kī bātē̃ , jō hōkar jātē haĩ unkā bād mē̃ phir mandir ādi banātē haĩ .
79On the path of devotion, everything is a matter of the past. 80They build temples etc., to whoever came and departed.
73Jaisē śhivbābā abhī tumkō paṛhā rahē haĩ phir bhaktimārg mē̃ yādgār banāyēṅgē .
81Similarly, Shiv Baba is now teaching you, and memorials of this will then be built on the path of devotion.
74Satyug mē̃ śhiv vā lakṣhmī-nārāyaṇ ādi kōī kā chitra nahī̃ hōtā .
82In the golden age, there are no images of Shiva or of Lakshmi and Narayan etc.
75Gyān bilkul alag hai , bhakti alag hai .
83Knowledge is totally distinct from devotion.
76Yah bhī tum jāntē hō isliē bāp nē kahā hai hear no evil , talk no evil . . . . . . . 77Tum bachchō̃ kō abhī kitnī khuśhī hai , naī duniyā sthāpan hō rahī hai .
84Only you have this knowledge. 85This is why the Father has said: Hear no evil, speak no evil…You children are now so happy that the new world is being established.
78Sukhdhām key|kī sthāpanā arth|earth bābā hamkō phir sē direction dē rahē haĩ , usmē̃ bhī number one direction dētē haĩ pāvan banō .
86Baba is once again giving us directions for the establishment of the land of happiness. 87The number one direction is that you must become pure.
79Patit tō sabhī haĩ nā .
88Everyone is impure.
80Tō jō achchhē-achchhē bachchē haĩ unhō̃ kō āpas mē̃ milkar rāy karnī chāhiē ki service kō kaisē baṛhāyē̃ , garībō̃ kō kaisē message dē̃ , bāp tō kalp pahlē misal āyā hai .
89The good children should meet together and discuss how to increase service and how to give the Father's messageto the poor. 90The Father has come as He did in the previous cycle.
81Kahtē haĩ apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō .
91He says: Consider yourselves to be souls and remember Me!
82Rājdhānī jarūr sthāpan hōnī hai .
92The kingdom definitely has to be established.
83Samajhē̃gē jarūr .
93They will definitely understand this.
84Jō dēvī-dēvtā dharm K|kē nahī̃ haĩ vah nahī̃ samajhē̃gē .
94Those who don’t belong to the deity religion will not understand.
85Vināśh kālē īśhvar sē viparīt buddhi haĩ nā .
95At the time of destruction they have intellects that have no love for God.
86Tum bachchē jāntē hō hamārā dhanī hai isliē tumhē̃ na vikār mē̃ jānā hai , na laṛnā-jhagaṛnā hai .
96You children know that He is your Lord and Master. 97Therefore, you must neither indulge in vice nor fight or quarrel.
87Tumhārā brāhmaṇ dharm bahut ūñch hai .
98Your Brahmin religion is very elevated.
88Vah śhūdra dharm K|kē , tum brāhmaṇ dharm K|kē .
99They belong to the shudra religion whereas you belong to the Brahmin religion.
89Tum chōṭī vah pair .
100You are the topknot and they are the feet.
90Chōṭī kē ūpar hai ūñch tē ūñch bhagvān nirākār .
101Above the topknot there is only incorporeal God, the Highest on High.
91In āṅkhō̃ sē na dēkhnē K|kē kāraṇ virāṭ rūp mē̃ chōṭī ( brāhmaṇ ) aur śhivbābā kō dikhātē nahī̃ haĩ .
102Because no one can see Him with physical eyes, Shiv Baba hasn’t been shown in the variety-form image, nor has the topknot (symbol of Brahmins) been shown.
92Sirph kahtē haĩ dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra .
103They only speak of the deities, warriors, merchants and shudras.
93Jō dēvtā bantē haĩ vahī phir sē punarjanma lē kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra bantē haĩ .
104Those who become deities then take rebirth and become warriors, merchants and shudras.
94Virāṭ rūp kā bhī arth|earth kōī nahī̃ jāntē .
105No one understands the symbolism of the variety-form image.
95Abhī tum samajhtē hō tō correct chitra banānā hai .
106You now understand it. 107Therefore, you should make the picturecorrect.
96Śhivbābā bhī dikhāyā hai aur brāhmaṇ bhī dikhāyē haĩ , tumkō ab sabkō yah message dēnā hai ki apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
108Shiv Baba and you Brahmins too have been shown. 109You now have to give everyone the message: Consider yourself to be a soul and remember the Father!
97Tumhārā kām hai message dēnā .
110It is your duty to give this message.
98Jaisē bāp key|kī mahimā aparamapār hai , vaisē bhārat key|kī bhī bahut mahimā hai .
111Just as the Father’s praise is limitless, so Bharat too is praised a great deal.
99Yah bhī 7 rōj kōī sunē tab buddhi mē̃ baiṭhē .
112If someone were to listen to this knowledge for seven days, it would sit in his intellect.
100Kahtē haĩ phursat nahī̃ .
113They say that they don’t have time.
101Arē , ādhā kalp pukārtē āyē hō , ab vah practical mē̃ āyā huā hai .
114Oh! 115But you have been calling out for half the cycle and He has now come here in a practical way.
102Bāp kō ānā hī hai ant mē̃ .
116The Father has to come here at the end (of the cycle).
103Yah bhī tum brāhmaṇ jāntē hō number-vār puruṣhārth anusār .
117Only you Brahmins understand this, numberwise, according to the efforts you make.
104Paṛhāī śhurū key|kī aur niśhchay huā . 105Māśhūk āyā huā hai , jiskō ham pukārtē thē , jarūr kōī śharīr mē̃ āyā hōgā .
118As soon as you began to study this knowledge, you developed the faith that the Beloved to whom you had been calling out has now come.
106Unkō apnā śharīr tō hai nahī̃ .
119He would surely have to come in someone’s body.
107Bāp kahtē haĩ maĩ inmē̃ pravēśh kar tum bachchō̃ kō sr̥iṣhṭi chakra key|kī , rachayitā aur rachnā key|kī knowledge dētā hū̃ .
120He doesn’t have a body of His own. 121The Father says: I enter this one and give you children knowledge of the world cycle, the Creator and creation.
108Yah aur kōī nahī̃ jāntē .
122No one else knows this.
109Yah paṛhāī hai .
123This is a study.
110Bahut sahaj karkē samjhātē haĩ .
124Baba makes it very easy and explains it to you.
111Bābā kahtē haĩ ham tumkō kitnā dhanvān banātā hū̃ .
125Baba says: I make you so wealthy!
112Kalp-kalp tumhārē jaisā pavitra aur sukhī kōī nahī̃ .
126No one becomes as pure or as happy as you are every cycle.
113Tum bachchē is samay sabhī kō gyān dān dētē hō .
127You children donate this knowledge to everyone at this time.
114Bāp tumhē̃ ratnō̃ kā dān dētē haĩ , tum dūsrō̃ kō dētē hō .
128The Father donates jewels to you. 129You then donate them to others.
115Bhārat kō svarg banātē hō .
130You are making Bharat into heaven.
116Tum apnē hī tan-man-dhan sē śhrīmat par bhārat kō svarg banā rahē hō .
131You follow shrimat and make Bharat into heaven by using your bodies, minds and wealth.
117Kitnā ūñchā kārya hai .
132This is such an elevated task.
118Tum gupta sēnā hō , kiskō bhī patā nahī̃ hai .
133You are an incognito army. 134No one knows this.
119Tum jāntē hō ham viśhva kī bādśhāhī lē rahē haĩ , śhrīmat dvārā śhrēṣhṭh bantē haĩ .
135You know that you are claiming sovereignty over the world and becoming elevated by following shrimat.
120Ab bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō .
136The Father says: Now, constantly remember Me alone!
121Kr̥iṣhṇa tō kah na sakē , vah tō prince thā .
137Krishna couldn’t have said this; he was a prince.
122Tum prince bantē hō nā .
138You are becoming princes.
123Satyug-trētā mē̃ pavitra pravr̥itti mārg hai .
139In the golden and silver ages, there is the pure family path.
124Apavitr rājāyē̃ pavitra rājā-rānī lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī pūjā kartē haĩ .
140Impure kings worship the idols of the pure King Narayan and pure Queen Lakshmi.
125Pavitra pravr̥itti mārg vālō̃ kā rājya chaltā hai phir hōtā hai apavitr pravr̥itti mārg . 126Ādhā-ādhā hai nā .
141First there is the kingdom of the pure family path and then the kingdom of the impure family path; it is half and half, day and night.
127Din aur rāt . 128Lākhō̃ varṣh key|kī bāt hō phir ādhā-ādhā tō hō na sakē .
142If it were a matter of hundreds of thousands of years, it couldn’t be half and half.
129Lākhō̃ varṣh hō tō phir hindū jō vāstav mē̃ dēvtā dharm K|kē haĩ unkī saṅkhyā bahut baṛī hōnī chāhiē . 130Anginat hōnē chāhiē .
143If it were hundreds of thousands of years, the population of the Hindu religion, which is in fact the deity religion, would be very much greater; there would be countless Hindus.
131Abhī tō gintī kartē haĩ nā .
144At present, they still take a census of the population.
132Yah drama mē̃ nūndh hai , phir bhī hōgā .
145It is fixed in the drama and it will happen again.
133Maut sāmnē khaṛā hai .
146Death is standing just ahead.
134Yah vahī mahābhārat laṛāī hai .
147It will be the same Mahabharat War.
135Tō āpas mē̃ milkar service kā plan banānā hai .
148Therefore, meet together and make service plans.
136Service kartē bhī rahtē haĩ .
149You do continue to do service.
137Nayē-nayē chitra nikaltē haĩ , pradarśhanī bhī kartē haĩ .
150You create new pictures and have exhibitions.
138Achchhā , phir kyā kiyā jāē ?
151OK, what should you do now?
139Achchhā rūhānī museum banāō .
152Achcha, create a spiritual museum.
140Khud dēkhkar jāyēṅgē tō phir aurō̃ kō bhējē̃gē .
153When people see it, they will recommend it to others.
141Garīb athavā sāhūkār dharmāū tō nikāltē haĩ nā .
154Both the poor and the wealthy put money aside to give in donation.
142Sāhūkār jāstī nikālē̃gē , ismē̃ bhī aisē haĩ .
155The wealthy put aside more money. 156It is the same here.
143Kōī ēk hazār nikālē̃gē , kōī cum|kam .
157Some give a thousand and others give less.
144Kōī tō dō rūpayē bhī bhēj dētē haĩ .
158Some even send just two rupees.
145Kahtē haĩ ēk rūpayē key|kī īṭ lagā dēnā . 146Ēk rūpayā 21 janmō̃ kē liē jamā karnā .
159They say: Use one rupee to put a brick in my name and accumulate the other rupee for 21 births.
147Yah hai gupta .
160This is incognito.
148Garīb kā ēk rūpayā , sāhūkār kā ēk hajār , barābar hō jātā hai .
161One rupee of someone poor is equivalent to one thousand of someone wealthy.
149Garīb kē pās hai hī thōṛā tō kyā kar saktē haĩ .
162Since the poor have very little, what can they do?
150Hisāb hai nā .
163There is the account.
151Vyāpārī lōg dharmāū nikāltē haĩ , ab kyā karnā chāhiē .
164Businessmen also put something aside for donating. 165What should be done now?
152Bāp kō madad dēnī hai .
166Help the Father!
153Bāp phir return mē̃ 21 janm kē liē dētē haĩ .
167The Father will then give you the return of that for 21 births.
154Bāp ākar garībō̃ kō madad kartē haĩ .
168The Father comes and helps the poor.
155Ab tō yah duniyā hī nahī̃ rahēgī . 156Sab miṭṭī mē̃ mil jāyēṅgē .
169This world is no longer going to remain; everything will turn to dust.
157Yah bhī jāntē hō sthāpanā jarūr hōnī hai kalp pahlē muāphik .
170You know that establishment has to take place as it did in the previous cycle.
158Nirākār bāp kahtē haĩ - bachchō̃ , dēh K|kē sab dharm tyāg , ēk bāp kō yād karō .
171The incorporeal Father says: Children, renounce all your bodily religions and remember the one Father.
159Yah brahmā bhī rachnā hai nā .
172This Brahma is also part of creation.
160Brahmā kiskā bachchā , kisnē create kiyā .
173Who is Brahma a child of? 174Who created him?
161Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kō kaisē create kartē haĩ , yah bhī kōī nahī̃ jāntē haĩ .
175How are Brahma, Vishnu and Shankar created? 176No one knows any of this.
162Bāp ākar satya bāt samjhātē haĩ .
177The Father comes and explains the truth.
163Brahmā bhī jarūr manuṣhya sr̥iṣhṭi mē̃ hī hōgā .
178Brahma definitely has to exist in the human world.
164Brahmā key|kī vaṅśhāvalī gāī huī hai .
179“The Dynasty of Brahma” has been remembered.
165Bhagvān manuṣhya sr̥iṣhṭi key|kī rachnā kaisē rachtē haĩ , yah kōī nahī̃ jāntē .
180No one knows how God creates the human world.
166Brahmā tō yahā̃ hōnā chāhiē nā .
181Brahma has to exist here, does he not?
167Bāp kahtē haĩ - jismē̃ hamnē pravēśh kiyā hai , yah bhī bahut janmō̃ K|kē ant vālā hai .
182The Father says: The one whose body I have entered is now in the last of his many births.
168Isnē pūrē 84 janma liē haĩ .
183He has taken the full 84 births.
169Brahmā kōī creator nahī̃ hai .
184Brahma is not the Creator.
170Creator tō ēk nirākār hī hai . 171Ātmāyē̃ bhī nirākār haĩ .
185Only the one incorporeal One is the Creator.
172Vah tō anādi haĩ .
186Souls too are incorporeal.
173Kisī nē create nahī̃ kiyā phir brahmā kahā̃ sē āyā .
187They are eternal; no one created them. 188Therefore, where did Brahma come from?
174Bāp kahtē haĩ - mainnē ismē̃ pravēśh kar nām badalī kiyā .
189The Father says: I entered him and changed his name.
175Tum brāhmaṇō̃ K|kē bhī nām badlī|badalī kiyē .
190The names of you Brahmins were also changed. 191You are Raj Rishis.
176Tum hō rājr̥iṣhi , śhurū mē̃ sanyās kar sāth mē̃ rahnē lagē tō nām badalī kar diyā .
192In the beginning, you renounced everything and came and stayed with the Father. 193Therefore, your names were changed.
177Phir dēkhā māyā khā jātī hai tō mālā banānā , nām rakhnā chhōṛ diyā .
194Then, because Maya ate some of you, Baba stopped creating the rosary and giving new names.
178Ājkal duniyā mē̃ her|har bāt mē̃ ṭhagī bahut hai .
195Nowadays, there’s a lot of cheating in every respect.
179Dūdh mē̃ bhī ṭhagī . 180Sachchī chīz tō miltī nahī̃ .
196They even cheat with milk; you just can’t get the real thing.
181Bāp kē liē bhī ṭhagī . 182Svayã kō hī bhagvān kahlānē lagtē haĩ .
197They even cheat the Father; they begin to have themselves called God.
183Abhī tum bachchē jāntē hō ātmā kyā hai , paramātmā kyā hai . 184Tumhārē mē̃ bhī number-vār puruṣhārth anusār haĩ .
198You children now understand what a soul is and what the Supreme Soul is, it is numberwise, according to the effort each of you makes.
185Bāp jāntē haĩ kaun kaisē paṛhtē aur phir paṛhātē haĩ , kyā pad pāyēṅgē .
199The Father knows how much each of you studies and teaches others and what status you will then receive.
186Niśhchay hai ham bāp dvārā world kā crown prince ban rahē haĩ .
200You have the faith that you are being made into crown princes of the world by the Father.
187Tō aisā purūṣhārth kar dikhānā hai . 188Ham crown prince banē .
201Therefore, you should make effort accordingly and show everyone that you are becoming crown princes.
189Phir 84 kā chakra lagāyā ab phir bantē haĩ .
202You have been around the cycle of 84 births and are now becoming that again.
190Yah hai nark , inmē̃ kuchh bhī nahī̃ rahā hai .
203This is hell; there is nothing left here.
191Phir bāp ākar bhaṇḍārā bharpūr kar kāl kaṇṭak dūr kar dētē haĩ .
204The Father has now come and is filling your treasure-store and removing all your sorrow.
192Tum sabsē pūchhō yahā̃ bhaṇḍārā bharpūr karnē āyē hō nā .
205Ask everyone: You have come here to have your treasure-store filled, have you not?
193Amarpurī mē̃ kāl ā na sakē .
206There can be no death in the land of immortality.
194Bāp ātē hī haĩ bhaṇḍārā bharpūr kar kāl kaṇṭak dūr karnē .
207The Father has come to remove your sorrow and fill your treasure-store.
195Vah hai amarlōk , yah hai mr̥ityulōk .
208That is the land of immortality and this is the land of death.
196Aisī mīṭhī-mīṭhī bātē̃ sunnī-sunānī hai . 197Phāltū nahī̃ .
209Listen to and speak about these sweet things, not useless things.
198Achchhā !
210Achcha.
199Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
211To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
200Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
212The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
201Dhārṇā kē liē mukhya sār :
213Essence for dharna:
2021 ) bāp viśhva kā mālik bannē key|kī paṛhāī paṛhānē āyē haĩ isliē kabhī aisā nahī̃ kahnā ki hamē̃ phursat nahī̃ .
214 1. The Father has come to teach you this study which makes you into the masters of the world. 215Therefore, never say that you don’t have time.
203Śhrīmat par tan-man-dhan sē bhārat kō svarg banānē key|kī sēvā karnī hai .
216Follow shrimat and serve Bharat with your body, mind and wealth to make it into heaven.
2042 ) āpas mē̃ bahut mīṭhī-mīṭhī gyān key|kī bātē̃ sunnī aur sunānī hai .
217 2. Listen to and speak about very sweet things of knowledge among yourselves.
205Bāp kā yah direction sadā yād rahē - hear no evil , talk no evil . . . . . . .
218Always remember the Father’s direction: Hear no evil, speak no evil…
Blessing
206Vardān : purūṣhārth K|kē sūkṣhma ālasya kā bhī tyāg karnē vālē all-rounder alert bhav
219Blessing: May you be an all-rounder who remains alert and ever ready by renouncing even any subtle laziness about making effort.
207Purūṣhārth key|kī thakāvaṭ ālasya key|kī niśhānī hai .
220 Getting tired in your efforts is a sign of laziness.
208Ālasya vālē jaldī thaktē haĩ , umaṅg vālē athak hōtē haĩ .
221Lazy ones get tired quickly, whereas those who have enthusiasm are tireless.
209Jō purūṣhārth mē̃ dilśhikasta hōtē haĩ unhē̃ hī ālasya ātā hai , vah sōchtē haĩ kyā karē̃ itnā hī hō saktā hai , jyādā nahī̃ hō saktā .
222Those who become disheartened about their efforts have laziness and think, “What can I do? 223I can only do this much, I am not able to do any more.
210Himmat nahī̃ hai , chal tō rahē haĩ , kar tō rahē haĩ - ab is sūkṣhma ālasya kā bhī nām niśhān na rahē iskē liē sadā alert , ever ready aur all-rounder banō .
224I don’t have any courage; I am moving along, I am doing everything…” 225Now, do not let any name or trace of this subtle laziness remain. 226To do this, you have to be constantly alert, everready and an all-rounder.
Slogan
211Slōgan : samay K|kē mahatva kō sāmnē rakh sarv prāptiyō̃ kā khātā full jamā karō .
227Slogan: Keeping the importance of time in front of you, accumulate fully attainments in your account.
228*** Om Shanti ***