शुक्रवार 7 अगस्त 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

007-08-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 07/08/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - śhrīmat par chal sabkō mukti-jīvanmukti pānē kā rāstā batāō , sārā din yahī dhandhā kartē rahō ' '

1Essence: Sweet children, follow shrimat and show everyone the way to attain liberation and liberation-in-life. 2Continue to do this business throughout the day.

Question

2Praśhna  : bāp nē kaun-sī sūkṣhma bātē̃ sunāī haĩ jō bahut samajhnē kī haĩ  ?

3Question: What subtle things has the Father told you which you have to understand very clearly?

Answer

3Uttar  : satyug amarlōk hai , vahā̃ ātmā ēk chōlā badal dūsrā lētī hai lēkin mr̥ityu kā nām nahī̃ isliē usē mr̥ityulōk nahī̃ kahā jātā .

4Answer: 1) The golden age is the land of immortality. 5There, a soul leaves one costume and takes another. 6However, there is no mention of death, and this is why that is not called the land of death.

42 . śhivbābā key|kī bēhad rachnā hai , brahmā key|kī rachnā is samay sirph tum brāhmaṇ hō .

72) Shiv Baba's creation is unlimited, whereas only you Brahmins are the creation of Brahma at this time.

5Trimūrti śhiv kahē̃gē , trimūrti brahmā nahī̃ .

8One can say "Trimurti Shiva” but not "Trimurti Brahma".

6Yah sab bahut sūkṣhma bātē̃ bāp nē sunāī haĩ .

9The Father has explained all of these subtle things to you.

7Aisī-aisī bātō̃ par vichār kar buddhi kē liē svayã hī bhōjan taiyār karnā hai .

10Think about all of these things and prepare your own food for your intellect.

Murli

8Ōm śhānti .

11Om shanti.

9Trimūrti śhiv bhagvānuvāch .

12Trimurti God Shiva speaks.

10Ab vō lōg trimūrti brahmā kahtē haĩ .

13Those people speak of Trimurti Brahma.

11Bāp kahtē haĩ - trimūrti śhiv bhagvānuvāch .

14The Father says: Trimurti God Shiva speaks.

12Trimūrti brahmā bhagvānuvāch nahī̃ kahtē .

15It is not said: Trimurti God Brahma speaks.

13Tum trimūrti śhiv bhagvānuvāch kah saktē hō .

16You can say: Trimurti God Shiva speaks.

14Vō lōg tō śhiv-śhaṅkar kah milā dētē haĩ .

17Those people have mixed Shiva and Shankar together.

15Yah tō sīdhā hai .

18This is very clear.

16Trimūrti brahmā kē badlē trimūrti śhiv bhagvānuvāch .

19It is not Trimurti Brahma, but Trimurti God Shiva who speaks.

17Manuṣhya tō kah dētē - śhaṅkar āṅkh khōltē haĩ tō vināśh hō jātā hai .

20People say that when Shankar opens his eye, destruction takes place.

18Yah sab buddhi sē kām liyā jātā hai .

21All of that has to be understood with the intellect.

19Tīn kā hī mukhya part hai .

22Only the three have a main part.

20Brahmā aur viṣhṇu kā tō baṛā part hai 84 janmō̃ kā .

23Brahma and Vishnu have a big part of 84 births.

21Viṣhṇu kā aur prajāpitā brahmā kā arth|earth bhī samjhā hai , part hai in tīn kā .

24You have understood the meaning of Vishnu and Prajapita Brahma. 25Only these three have parts.

22Brahmā kā tō nām gāyā huā hai ādi dēv , Adam .

26The name "Brahma" has also been remembered as Adi Dev and Adam.

23Prajāpitā kā mandir bhī hai .

27There is a temple to Prajapita.

24Yah hai viṣhṇu kā athavā kr̥iṣhṇa kā antim 84 vā̃ janm , jiskā nām brahmā rakhā hai .

28This is the final and 84th birth of Vishnu, that is, of Krishna, who is now named Brahma.

25Siddha tō karnā hī hai - brahmā aur viṣhṇu .

29Brahma and Vishnu have to be clarified.

26Ab brahmā kō tō adopted kahē̃gē .

30Brahma is said to have been adopted.

27Yah dōnō̃ bachchē haĩ śhiv K|kē .

31Both of them are children of Shiva.

28Vāstav mē̃ bachchā ēk hai .

32Actually, there is only one child.

29Hisāb karē̃gē tō brahmā hai śhiv kā bachchā .

33If you look at it, Brahma is the child of Shiva.

30Bāp aur dādā .

34They are Bap and Dada.

31Viṣhṇu kā nām hī nahī̃ ātā .

35There is no mention of Vishnu.

32Prajāpitā brahmā dvārā śhivbābā sthāpanā kar rahē haĩ . 33Viṣhṇu dvārā sthāpanā nahī̃ karātē .

36Shiv Baba is carrying out establishment through Prajapita Brahma, not through Vishnu.

34Śhiv K|kē bhī bachchē haĩ , brahmā K|kē bhī bachchē haĩ . 35Viṣhṇu K|kē bachchē nahī̃ kah saktē . 36Na lakṣhmī-nārāyaṇ kō hī bahut bachchē hō saktē haĩ .

37Shiv Baba has children and Brahma Baba also has children, but you cannot say that Vishnu has children, nor can Lakshmi and Narayan have many children.

37Yah hai buddhi kē liē bhōjan .

38This is food for the intellect.

38Āpēhī bhōjan banānā chāhiē .

39You have to prepare your own food.

39Sabsē jāstī part kahē̃gē viṣhṇu kā .

40The longest part can be said to be Vishnu's.

4084 janmō̃ kā virāṭ rūp bhī viṣhṇu kā dikhātē haĩ , na ki brahmā kā .

41The variety-form image of 84 births that they show belongs to Vishnu, not Brahma.

41Virāṭ rūp viṣhṇu kā hī banātē haĩ kyōṅki pahlē-pahlē prajāpitā brahmā kā nām dhartē haĩ .

42The variety-form image that is created is of Vishnu. 43Although they mention Prajapita Brahma's name first, he only has a short part.

42Brahmā kā tō bahut thōṛā part hai isliē virāṭ rūp viṣhṇu kā dikhātē haĩ .

44This is why the variety-form image that is shown is Vishnu's.

43Chaturbhuj bhī viṣhṇu kā banā dētē .

45Even the four-armed image they have created is of Vishnu.

44Vāstav mē̃ yah alaṅkār tō tumhārē haĩ .

46In fact, those ornaments belong to you.

45Yah bhī baṛī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

47These matters have to be understood.

46Kōī manuṣhya samjhā na sakē .

48No human beings can explain this.

47Bāp nayē-nayē tarīkē sē samjhātē rahtē haĩ .

49The Father continues to explain to you in many new ways.

48Bāp kahtē haĩ trimūrti śhiv bhagvānuvāch right hai nā .

50The Father says: To say "Trimurti God Shiva speaks" is right, is it not?

49Viṣhṇu , brahmā aur śhiv . 50Ismē̃ bhī prajāpitā brahmā hī bachchā hai .

51Vishnu, Brahma and Shiva: in this, only Prajapita Brahma is the child.

51Viṣhṇu kō bachchā nahī̃ kahē̃gē .

52Vishnu would not be called the child.

52Bhal creation kahtē haĩ parantu rachnā tō brahmā key|kī hōgī nā .

53Although they speak of creation, the creation would be of Brahma, would it not?

53Jō phir bhinn nām rūp lētī hai .

54The creation then takes in different names and forms.

54Mukhya part tō unkā hai .

55That One's part is the main one.

55Brahmā kā part bhī bahut thōṛā hai is samay kā .

56Brahma's part at this time is very small.

56Viṣhṇu kā kitnā samay rājya hai  !

57For how long does Vishnu's kingdom continue?

57Sārē jhāṛ kā bīj rūp hai śhivbābā .

58Shiv Baba is the Seed of the whole tree.

58Unkī rachnā kō sāligrām kahē̃gē .

59His creation are called saligrams.

59Brahmā key|kī rachnā kō brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ kahē̃gē .

60Brahma's creation are called Brahmins.

60Ab jitnī śhiv key|kī rachnā hai utnī brahmā key|kī nahī̃ .

61Brahma's creation isn't as large as Shiva's.

61Śhiv key|kī rachnā tō bahut hai . 62Sabhī ātmāyē̃ unkī aulād haĩ .

62Shiva's creation is very large; all souls are His children.

63Brahmā key|kī rachnā tō sirph tum brāhmaṇ hī bantē hō .

63Only you Brahmins are Brahma's creation.

64Had mē̃ ā gayē nā .

64You become limited, do you not?

65Śhivbābā kī hai bēhad key|kī rachnā - sabhī ātmāyē̃ .

65Shiv Baba's creation is of all souls; it is unlimited.

66Bēhad key|kī ātmāō̃ kā kalyāṇ kartē haĩ .

66He benefits an unlimited number of souls.

67Brahmā dvārā svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ .

67He establishes heaven through Brahma.

68Tum brāhmaṇ hī jākar svargvāsī banē̃gē .

68You Brahmins then go and reside in heaven.

69Aur tō kōī kō svargvāsī nahī̃ kahē̃gē , nirvāṇavāsī athavā śhāntidhām vāsī tō sab bantē haĩ .

69No one else can be called residents of heaven. 70Everyone else becomes a resident of Nirvana or the land of peace.

70Sabsē ūñch service śhivbābā key|kī hōtī hai . 71Sabhī ātmāō̃ kō lē jātē haĩ .

71The highest service is Shiv Baba's: He takes all souls back with Him.

72Sabhī kā part alag-alag hai .

72Each one's part is separate.

73Śhivbābā bhī kahtē haĩ mērā part alag hai .

73Shiv Baba says: My part too is separate.

74Sabkā hisāb-kitāb chuktū karāē tumkō patit sē pāvan banāē lē jātā hū̃ .

74I enable all of you to settle your accounts; I make you pure from impure and take you back home.

75Tum yahā̃ mēhnat kar rahē hō pāvan bannē kē liē .

75You are making effort here in order to become pure.

76Dūsrē sab kayāmat K|kē samay hisāb-kitāb chuktū kar jāyēṅgē .

76All others will settle their accounts at the time of settlement and return home.

77Phir muktidhām mē̃ baiṭhē rahē̃gē .

77They will remain seated in the land of liberation.

78Sr̥iṣhṭi kā chakra tō phirnā hai .

78The world cycle has to continue to turn.

79Tum bachchē brahmā dvārā brāhmaṇ ban phir dēvtā ban jātē hō .

79You children become Brahmins through Brahma and then become deities.

80Tum brāhmaṇ śhrīmat par sēvā kartē hō .

80You Brahmins are doing service by following shrimat.

81Sirph manuṣhyō̃ kō rāstā batātē hō - mukti aur jīvanmukti kō pānā hai tō aisē pā saktē hō .

81You simply show human beings the path by saying: If you want to attain liberation and liberation-in-life, you can do that in this way.

82Dōnō̃ chābī hāth mē̃ haĩ .

82You have the key to both in your hands.

83Yah bhī jāntē hō kaun-kaun mukti mē̃ , kaun-kaun jīvanmukti mē̃ jāyēṅgē .

83You also know who will go into liberation and who will go into liberation-in-life.

84Tumhārā sārā din yahī dhandhā hai .

84Just do this business throughout the day.

85Kōī anāj ādi kā dhandhā kartē haĩ tō buddhi mē̃ sārā din vahī rahtā hai .

85When someone is running a grocery store, he has that in his intellect throughout the day.

86Tumhārā dhandhā hai rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jānnā aur kiskō mukti-jīvanmukti kā rāstā batānā . 87Jō is dharm K|kē hōṅgē vah nikal āyēṅgē .

86Your business is to know the beginning, the middle and the end of creation and to show others the way to liberation and liberation-in-life.

88Aisē bahut dharm K|kē haĩ jō badal nahī̃ saktē .

87Those who belong to this religion will emerge.

89Aisē nahī̃ ki features badal jātē haĩ . 90Sirph dharm kō mān lētē haĩ .

88There are many of other religions who don't change their own religion.

91Kaī bauddh dharm kō māntē haĩ kyōṅki dēvī-dēvtā dharm tō prāyaḥ lōp hai nā .

89Some would take up the Buddhist religion because the deity religion has disappeared.

92Ēk bhī aisā nahī̃ jō kahē ham ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē haĩ .

90Not a single person now says that he belongs to the original eternal deity religion.

93Dēvtāō̃ K|kē chitra kām mē̃ ātē haĩ , ātmā tō avināśhī hai , vah kabhī martī nahī̃ .

91The pictures of the deities are very useful. 92Souls are imperishable; they never die.

94Ēk śharīr chhōṛ phir dūsrā lēkar part bajātī hai .

93A soul sheds a body and takes another and continues to play his part.

95Unkō mr̥ityulōk nahī̃ kahā jātā .

94That world cannot be called the land of death.

96Vah hai hī amarlōk .

95That is the land of immortality.

97Chōlā sirph badaltī hai .

96Souls just change their costumes.

98Yah bātē̃ baṛī sūkṣhma samajhnē kī haĩ .

97These are very subtle matters and have to be understood.

99Muṭṭā ( thōk athavā sārā ) nahī̃ hai .

98These are not gross things.

100Jaisē śhādī hōtī hai tō kinkō rēzgārī , kinkō muṭṭā dētē haĩ .

99When people marry, some receive everything retail and others receive things wholesale.

101Kōī sab dikhākar dētē haĩ , kōī band pēṭī hī dētē haĩ .

100Some give everything openly and others give everything locked in a suitcase.

102Kisma-kisma K|kē hōtē haĩ .

101There are all types of people.

103Tumkō tō varsā miltā hai muṭṭā , kyōṅki tum sab brides hō .

102You all receive a wholesale inheritance because all of you are brides.

104Bāp hai bridegroom .

103The Father is the Bridegroom.

105Tum bachchō̃ kō śhrr̥iṅgār kar viśhva kī bādśhāhī muṭṭē mē̃ dētē haĩ .

104He decorates you children and gives you the wholesale sovereignty of the world.

106Viśhva kā mālik tum bantē hō .

105You become the masters of the world.

107Mukhya bāt hai yād kī .

106The main thing is remembrance.

108Gyān tō bahut sahaj hai .

107Knowledge is very easy.

109Bhal hai tō sirph alpha kō yād karnā . 110Parantu vichār kiyā jātā hai yād hī jhaṭ khisak jātī hai .

108When you think about it, it is just a question of remembering Alpha, but it is remembrance that instantly slips away.

111Bahut karkē kahtē haĩ bābā yād bhūl jātī hai .

109Generally, many say that they forget Baba.

112Tum kiskō bhī samjhāō tō hamēśhā yād akṣhar bōlō .

110Whenever you explain to others, always use the word "remembrance".

113Yōg akṣhar wrong hai .

111The word "yoga" is wrong.

114Teacher kō student key|kī yād rahtī hai .

112A teacher remembers his students.

115Father hai supreme soul .

113The Father is the Supreme Soul.

116Tum ātmā supreme nahī̃ hō . 117Tum hō patit .

114You souls are not supreme; you are impure.

118Ab bāp kō yād karō .

115Now remember the Father!

119Teacher kō , bāp kō , gurū kō yād kiyā jātā hai .

116The teacher, the father and the guru are remembered.

120Gurū lōg baiṭh śhāstra sunāyēṅgē , mantra dēgē .

117Gurus sit and relate scriptures and give mantras.

121Bābā kā mantra ēk hī hai - manmanābhav .

118Baba only has one mantra: Manmanabhav!

122Phir kyā hōgā  ?

119What happens then?

123Madhyājī bhav .

120Madhyajibhav!

124Tum viṣhṇupurī mē̃ chalē jāyēṅgē .

121You will then go to the land of Vishnu.

125Tum sab tō rājā-rānī nahī̃ banē̃gē .

122Not all of you will become kings or queens.

126Rājā-rānī aur prajā hōtī hai .

123There are the king, the queen and the subjects.

127Tō mukhya hai trimūrti .

124The main thing is the Trimurti.

128Śhivbābā kē bād hai brahmā jō phir manuṣhya sr̥iṣhṭi arthāt brāhmaṇ rachtē haĩ .

125After Shiv Baba, there is Brahma who creates the human world; he creates Brahmins.

129Brāhmaṇō̃ kō baiṭh phir paṛhātē haĩ .

126He sits here and teaches Brahmins.

130Yah naī bāt hai nā .

127This is something new, is it not?

131Tum brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ bahan-bhāī ṭhaharē .

128You Brahmins are brothers and sisters.

132Buṛhē bhī kahē̃gē ham bhāī-bahan haĩ .

129Elderly people also say: We are brothers and sisters.

133Yah andar mē̃ samajhnā hai . 134Kiskō phāltū aisē kahnā nahī̃ hai .

130This is something to be understood internally and not just to be said unnecessarily.

135Bhagvān nē prajāpitā brahmā dvārā sr̥iṣhṭi rachī tō bhāī-bahan huē nā . 136Jabki ēk prajāpitā brahmā K|kē bachchē haĩ , yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

131God created the world through Prajapita Brahma and, since you are all children of Prajapita Brahma, all of you have become brothers and sisters. 132These things have to be understood.

137Tum bachchō̃ kō tō baṛī khuśhī hōnī chāhiē - hamkō paṛhātē kaun haĩ  ?

133You children should have a lot of happiness about who it is that is teaching you.

138Śhivbābā . 139Trimūrti śhiv .

134Shiv Baba, Trimurti Shiva.

140Brahmā kā bhī bahut thōṛā samay part hai .

135Brahma's part lasts for a very short time.

141Viṣhṇu kā satyugī rājdhānī mē̃ 8 janm part chaltā hai .

136Vishnu's part lasts for eight births in the golden-aged kingdom.

142Brahmā kā tō ēk hī janm kā part hai .

137Brahma has a part for just one birth.

143Viṣhṇu kā part baṛā kahē̃gē .

138Therefore, Vishnu's part is said to be longer.

144Trimūrti śhiv hai mukhya .

139Trimurti Shiva is the main One.

145Phir ātā hai brahmā kā part jō tum bachchō̃ kō viṣhṇupurī kā mālik banātē haĩ .

140Then there is the part of Brahma who makes you children into the masters of the land of Vishnu.

146Brahmā sē brāhmaṇ sō phir dēvtā bantē haĩ .

141You Brahmins are created through Brahma. 142You then become deities.

147Tō yah hō gayā alaukik father .

143Therefore, this one is your spiritual father.

148Thōṛā samay yah father hai jiskō ab māntē haĩ .

144This father in whom you now believe only exists for a short time.

149Ādi dēv , Adam aur bībī .

145He is called Adi Dev, Adam and Eve.

150Inkē bigar sr̥iṣhṭi kaisē rachē̃gē .

146How could the world be created without him?

151Ādi dēv aur ādi dēvī hai nā .

147There are Adi Dev and Adi Devi.

152Brahmā kā part bhī sirph saṅgam samay kā hai .

148The part of Brahma only exists at the confluence age.

153Dēvtāō̃ kā part tō phir bhī bahut chaltā hai .

149The deities’ parts last a lot longer.

154Dēvtāyē̃ bhī sirph satyug mē̃ kahē̃gē .

150The deities are said to exist in only the golden age.

155Trētā mē̃ kṣhatriya kahā jātā .

151In the silver age they are called warriors.

156Yah baṛī guhya-guhya points miltī haĩ .

152These points you receive are very deep.

157Sab tō ēk hī samay varṇan nahī̃ kar saktē .

153You can't speak about all of them at the same time.

158Vah trimūrti brahmā kahtē haĩ . 159Śhiv kō uṛā diyā hai .

154They speak of Trimurti Brahma; they have removed Shiva.

160Ham phir trimūrti śhiv kahtē haĩ .

155We speak of Trimurti Shiva.

161Yah chitra ādi sab haĩ bhakti mārg K|kē .

156All of those pictures etc. belong to the path of devotion.

162Prajā rachtē haĩ brahmā dvārā phir tum dēvtā bantē hō .

157People are created through Brahma. 158You are becoming deities.

163Vināśh K|kē samay natural calamities bhī ātī hai .

159At the time of destruction there are natural calamities.

164Vināśh tō hōnā hī hai , kaliyug kē bād phir satyug hōgā .

160Destruction has to take place; after the iron age there will be the golden age.

165Itnē sab śharīrō̃ kā vināśh tō hōnā hī hai .

161All of these bodies are going to be destroyed.

166Sab kuchh practical mē̃ chāhiē nā .

162Everything has to happen in a practical way.

167Sirph āṅkh khōlnē sē thōṛēhī hō saktā .

163It doesn't happen just by him opening his eye.

168Jab svarg gum hōtā hai tō us samay bhī earthquake ādi hōtī haĩ .

164At the time that heaven disappears, there are also earthquakes etc.

169Tō kyā us samay bhī śhaṅkar āṅkh aisē mīcatē haĩ .

165Is it that Shankar blinks his eye at that time?

170Gātē haĩ nā dvārikā athavā laṅkā pānī kē nīchē chalī gaī .

166It is remembered that Dwaraka and Lanka went beneath the water.

171Ab bāp samjhātē haĩ - maĩ āyā hū̃ pattharbuddhiyō̃ kō pārasbuddhi banānē .

167The Father now explains: I have come to change those with stone intellects into those with divine intellects.

172Manuṣhya pukārtē haĩ - hē patit-pāvan āō , ākar pāvan duniyā banāō .

168People call out: O Purifier, come! 169Come and purify the world.

173Parantu yah nahī̃ samajhtē haĩ ki abhī kaliyug hai iskē bād satyug āyēgā .

170However, they don't understand that it is now the iron age and that the golden age will come after that.

174Tum bachchō̃ kō khuśhī mē̃ nāchnā chāhiē .

171You children should dance in happiness.

175Barrister ādi imtahān pās|pass kartē haĩ tō andar mē̃ khyāl kartē haĩ nā - ham paisē kamāyēṅgē , phir makān banāyēṅgē .

172When a barrister passes his exams, he has thoughts inside such as: Now I will earn money and build a house.

176Yah karē̃gē .

173I will do this.

177Tō tum abhī sachchī kamāī kar rahē hō .

174You are now earning a true income.

178Svarg mē̃ tumkō sab kuchh nayā māl milēgā .

175In heaven everything you receive is new.

179Khyāl karō sōmnāth kā mandir kyā thā  !

176Just think about what the Somnath Temple would be like!

180Ēk mandir tō nahī̃ hōgā .

177There wouldn't be just one temple.

181Us mandir kō 2500 varṣh huā .

178The temple is now 2500 years old.

182Banānē mē̃ time tō lagā hōgā .

179It would have taken time to build it.

183Pūjā kī hōgī uskē bād phir vah lūṭkar lē gayē .

180They would have worshipped in that temple, and it would then have been looted.

184Phauran tō nahī̃ āyē hōṅgē .

181It wouldn't have been looted as soon as it was built.

185Bahut mandir hōṅgē .

182There would have been many temples.

186Pūjā kē liē baiṭh mandir banāyē haĩ .

183They built temples in order to perform worship.

187Abhī tum jāntē hō bāp kō yād kartē-kartē ham golden age mē̃ chalē jāyēṅgē .

184You know that, by remembering the Father, you will go to the golden age.

188Ātmā pavitra ban jāyēgī .

185You souls will become pure.

189Mēhnat karnī paṛtī hai .

186You do have to make effort.

190Mēhnat bigar kām nahī̃ chalēgā .

187Nothing works without effort being made.

191Gāyā bhī jātā hai - second mē̃ jīvanmukti .

188"Liberation-in-life in a second" has been remembered.

192Parantu aisē thōṛēhī mil jātī hai , yah samjhā jātā hai - bachchē banē̃gē tō milēgī jarūr .

189However, one cannot receive it just like that; it is understood that if you become a child, you definitely do receive it.

193Tum abhī mēhnat kar rahē hō muktidhām mē̃ jānē kē liē .

190You are now making effort to go to the land of liberation.

194Bāp kī yād mē̃ rahnā paṛtā hai .

191You have to stay in remembrance of the Father.

195Din-pratidin bāp tum bachchō̃ kō refine buddhi banātē haĩ .

192Day by day, the Father is refining the intellects of you children.

196Bāp kahtē haĩ tumkō bahut-bahut guhya bātē̃ sunātā hū̃ .

193The Father says: I tell you very deep things.

197Āgē thōṛēhī yah sunāyā thā ki ātmā bhī bindī hai , paramātmā bhī bindī hai .

194Earlier, you were not told that souls are points and that the Supreme Soul is also a point.

198Kahē̃gē pahlē kyō̃ nahī̃ yah batāyā .

195You might ask why you were not told that earlier.

199Drama mē̃ nahī̃ thā .

196It was not in the drama.

200Pahlē hī tumkō yah sunāyē̃ tō tum samajh na sakō .

197If that had been told to you in the beginning, you wouldn't have understood anything.

201Dhīrē-dhīrē samjhātē rahtē haĩ .

198Everything is explained to you gradually.

202Yah hai rāvaṇ rājya .

199This is the kingdom of Ravan.

203Rāvaṇ rājya mē̃ sab dēh-abhimānī ban jātē haĩ .

200Everyone becomes body conscious in the kingdom of Ravan.

204Satyug mē̃ hōtē haĩ ātma-abhimānī . 205Apnē kō ātmā jāntē haĩ .

201Everyone in the golden age is soul conscious: they know themselves to be souls.

206Hamārā śharīr baṛā huā hai , ab yah chhōṛkar phir chhōṭā lēnā hai . 207Ātmā kā śharīr pahlē chhōṭā hōtā hai phir baṛā hōtā hai .

202When their bodies become fully mature, they understand that they have to renounce them and take other small ones.

208Yahā̃ tō kōī key|kī kitnī āyu , kōī key|kī kitnī .

203A soul first has a small body which then grows.

209Kōī key|kī akālē mr̥iityu hō jātī hai .

204Everyone here is a different age. 205Some experience untimely death.

210Kōī-kōī key|kī 125 varṣh key|kī bhī āyu hōtī hai . 211Tō bāp samjhātē haĩ tumkō khuśhī bahut hōnī chāhiē - bāp sē varsā lēnē key|kī .

206Some live to the age of 125. So the Father explains: You should have a lot of happiness about receiving your inheritance from the Father.

212Gandharvī vivāh kiyā yah kōī khuśhī key|kī bāt nahī̃ , yah tō kamzōrī hai .

207To have a pure marriage is not something to be happy about; it is in fact a weakness.

213Kumārī agar kahē ham pavitra rahnā chāhtē haĩ tō kōī mār thōṛēhī saktē haĩ .

208If a girl says that she wants to remain pure, no one can force her.

214Gyān cum|kam hai tō ḍartē haĩ . 215Chhōṭī kumārī kō bhī agar kōī mārē , khūn ādi nikalē tō pulis mē̃ report karē tō uskī bhī sazā mil saktī hai .

209However, when she has little knowledge, she would be afraid. 210If a young girl is beaten badly, she can report it to the police who would then deal with the case.

216Jānvar kō bhī agar kōī mārtē haĩ tō un par case hōtā hai , daṇḍ paṛtā hai .

211When people kill animals, a case is brought against them and they are punished.

217Tum bachchō̃ kō bhī mār nahī̃ saktē .

212No one can beat you children.

218Kumār kō bhī mār nahī̃ saktē .

213No one can beat kumars either.

219Vah tō apnā kamā saktē haĩ . 220Śharīr nirvāh kar saktē haĩ .

214They can earn their own money; they can earn their own livelihood.

221Pēṭ kōī jāstī nahī̃ khātā hai - ēk manuṣhya kā pēṭ 4-5 rūpayā , ēk manuṣhya kā pēṭ 400-500 rūpayā .

215The stomach doesn't need a lot. 216One person's stomach only needs four to five rupees whereas someone else's needs 400 to 500 rupees.

222Paisā bahut hai tō habach hō jātī hai .

217When some people have a lot of money they become greedy.

223Garībō̃ kō paisē hī nahī̃ tō habach bhī nahī̃ .

218The poor don't even have money, so they are not greedy.

224Vah sūkhī rōṭī mē̃ hī khuśh hōtē haĩ .

219They are happy with the dry chappatis they have.

225Bachchō̃ kō jāstī khān-pān K|kē haṅgāmē̃ mē̃ bhī nahī̃ jānā chāhiē .

220You children should not give too much importance to food.

226Khānē kā śhauk nahī̃ rahnā chāhiē .

221You shouldn't be too interested in eating good things.

227Tum jāntē hō vahā̃ hamē̃ kyā nahī̃ milēgā  !

222You know that there is nothing you will not receive there.

228Bēhad key|kī bādśhāhī , bēhad kā sukh miltā hai .

223You receive an unlimited kingdom and unlimited happiness.

229Vahā̃ kōī bīmārī ādi hōtī nahī̃ .

224There are no illnesses etc. there.

230Health wealth happiness sab rahtā hai .

225You have health, wealth and happiness; you have everything there.

231Buṛhāpā bhī vahā̃ bahut achchhā rahtā .

226You remain very well there even in old age.

232Khuśhī rahtī hai . 233Kōī prakār key|kī taklīph nahī̃ rahtī hai .

227You have great happiness; there is no type of difficulty.

234Prajā bhī aisī bantī hai .

228The subjects too are like that.

235Parantu aisē bhī nahī̃ - achchhā , prajā tō prajā hī sahī .

229However, don't think that it is fine if you just become a subject.

236Phir tō aisē hōṅgē jaisē yahā̃ K|kē bhīl .

230In that case, it would be like the natives here.

237Sūryavanśhī lakṣhmī-nārāyaṇ bannā hai tō phir itnā purūṣhārth karnā chāhiē .

231If you want to become the sun-dynasty Lakshmi and Narayan, you also have to make that much effort.

238Achchhā  !

232Achcha.

239Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

233To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

240Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

234The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

241Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

235Essence for dharna:

2421 ) ham brahmā key|kī naī rachnā āpas mē̃ bhāī-bahan haĩ , yah andar samajhnā hai kisī kō kahnē key|kī darkār nahī̃ .

236 1. We, the new creation of Brahma, are brothers and sisters; this has to be understood internally. 237There is no need to speak about it to others.

243Sadā isī khuśhī mē̃ rahnā hai ki hamē̃ śhivbābā paṛhātē haĩ .

238Always maintain the happiness that Shiv Baba is teaching you.

2442 ) khān-pān K|kē haṅgāmē̃ mē̃ jāstī nahī̃ jānā hai .

239 2. Don't give too much importance to food and drink.

245Habach ( lālach ) chhōṛ bēhad bādśhāhī K|kē sukhō̃ kō yād karnā hai .

240Renounce greed and remember the happiness of the unlimited sovereignty.

Blessing

246Vardān  : māyā K|kē sambandhō̃ kō divorce dē bāp K|kē sambandh sē saudā karnē vālē māyājīt , mōhjīt bhav

241Blessing: May you become a conqueror of Maya and a conqueror of attachment by divorcing yourself from all relationships with Maya and making a deal of having all relationships with the Father.

247Ab smr̥iti sē purānā saudā cancel kar single banō .

242 Now, cancel any old deals in your awareness and become single.

248Āpas mē̃ ēk dō K|kē sahyōgī bhal rahō lēkin companion nahī̃ .

243You may remain co-operative with one another, but not as companions.

249Companion ēk kō banāō tō māyā K|kē sambandhō̃ sē divorce hō jāyēgā . 250Māyājīt , mōhjīt vijayī rahē̃gē .

244Make the One your Companion and divorceMaya and all her relationships. 245You will then remain a victorious conqueror of Maya and a conqueror of attachment.

251Agar jarā bhī kisī mē̃ mōh hōgā tō tīvr purūṣhārthī kē bajāē purūṣhārthī ban jāyēṅgē isliē kyā bhī hō , kuchh bhī hō khuśhī mē̃ nāchtē rahō , mirūā maut malūkā śhikār - iskō kahtē haĩ naṣhṭōmōhā .

246If there is the slightest attachment to anyone, then, instead of becoming an intense effort-maker, you will just become an effort-maker. 247Therefore, no matter what happens, continue to dance in happiness. 248“Death to the prey and happiness for the hunter”. 249This is known as being a destroyer of attachment.

252Aisā naṣhṭōmōhā rahnē vālē hī vijay mālā K|kē dānē bantē haĩ .

250Those who are such destroyers of attachment become beads in the rosary of victory.

Slogan

253Slōgan  : satyatā key|kī viśhēṣhtā sē diamond key|kī chamak kō baṛhāō .

251Slogan: Increase the sparkle of the diamond with the speciality of truth.

252*** Om Shanti ***