मंगलवार 11 अगस्त 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
011-08-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 11/08/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhārī aim object hai wonderful raṅg-biraṅgī duniyā ( svarg ) kā mālik bannā , tō sadā isī khuśhī mē̃ harṣhit rahō , murjhāyā huā nahī̃ ' '
1Essence: Sweet children, your aim and objective is to become the masters of the wonderful, colourful world (of heaven). 2Therefore, remain constantly cheerful in that happiness and don’t wilt.
Question
2Praśhna : takdīrvān bachchō̃ kō kaun-sā umaṅg sadā banā rahēgā ?
3Question: What enthusiasm would the fortunate children constantly have?
Answer
3Uttar : hamē̃ bēhad kā bāp naī duniyā kā prince-princess banānē kē liē paṛhā rahē haĩ .
4Answer: The unlimited Father is teaching us in order to make us into princes and princesses of the new world. 5You can explain to everyone with the same enthusiasm that heaven is merged in this war.
4Tum isī umaṅg sē sabkō samjhā saktē hō ki is laṛāī mē̃ svarg samāyā huā hai .
6It will be after this war that the gates to heaven open.
5Is laṛāī kē bād svarg K|kē dvār khulnē haĩ - isī khuśhī mē̃ rahnā hai aur khuśhī-khuśhī sē dūsrō̃ kō bhī samjhānā hai .
7Remain in this happiness and also explain to others with great happiness.
Song
6Gīt : duniyā raṅg raṅgīlī bābā …
8Song: Baba, the world is very colourful.
Murli
7Ōm śhānti .
9Om shanti.
8Yah kinhōnnē kahā bābā kō , ki duniyā raṅg-biraṅgī hai ?
10Who said to Baba that this is a colourful world?
9Ab inkā arth|earth dūsrā kōī samajh na sakē .
11No one else can understand the meaning of this.
10Bāp nē samjhāyā hai yah khēl raṅg-raṅgīlā hai .
12The Father has now explained that this play is very colourful.
11Kōī bhī bioscope ādi hōtā hai tō bahut raṅg-biraṅgī scene-sīnariyā̃ ādi hōtī haĩ nā .
13In films, etc. there are very colourful scenes and scenery. 14Now, no one knows this unlimited world.
12Ab is bēhad key|kī duniyā kō kōī jāntē hī nahī̃ . 13Tumhārē mē̃ bhī number-vār puruṣhārth anusār sārē viśhva K|kē ādi-madhy-ant kā gyān hai .
15Among you too, the knowledge that you have of the beginning, the middle and the end of the whole world is numberwise according to your efforts.
14Tum samajhtē hō svarg kitnā raṅg-biraṅgā hai , ḵẖūbṣhūrat hai .
16You understand how colourful heaven is, how beautiful it is.
15Jiskō kōī bhī jāntē nahī̃ .
17No one else knows this.
16Kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ hai , vah hai wonderful raṅg-biraṅgī duniyā .
18It is not in anyone’s intellect how colourful and wonderful that world is.
17Gāyā jātā hai wonder of|off dī|the world - iskō sirph tum jāntē hō .
19There is praise of the wonders of the world. 20Only you know this.
18Tum hī wonder of world kē liē apnī-apnī takdīr anusār puruṣhārth kar rahē hō .
21You are the ones who make effort, according to your own fortune, for that wonder of the world.
19Aim object tō hai .
22That is your aim and objective.
20Vah hai wonder of world , baṛī raṅg-biraṅgī duniyā hai , jahā̃ hīrē-javāharātō̃ K|kē mahal hōtē haĩ .
23That is the wonder of the world; it is a very colourful world, where there are palaces studded with diamonds and jewels.
21Tum ēk second mē̃ wonderful baikuṇṭh mē̃ chalē jātē hō .
24You go to wonderful Paradise in just a second. 25You play and dance etc.
22Khēltē hō , rās-vilās ādi kartē hō .
26It is definitely a wonderful world.
23Barōbar wonderful duniyā hai nā .
27Here, it is the kingdom of Maya.
24Yahā̃ hai māyā kā rājya .
28This too is so wonderful!
25Yah bhī kitnā wonderful hai .
29Human beings do all sorts of things.
26Manuṣhya kyā-kyā kartē rahtē haĩ .
30No one in the world knows that we are performing a drama.
27Duniyā mē̃ yah kōī bhī nahī̃ samajhtē ki ham nāṭak mē̃ khēl kar rahē haĩ . 28Nāṭak agar samajhē̃ tō nāṭak K|kē ādi-madhy-ant kā bhī gyān hō .
31If they understood that this is a drama, they would also have the knowledge of the beginning, the middle and the end of the drama. 32You children understand that the Father is so simple.
29Tum bachchē jāntē hō bāp bhī kitnā sādhāraṇ hai .
33Maya makes you forget everything completely.
30Māyā bilkul hī bhulā dētī hai . 31Nāk sē pakaṛā , yah bhulāyā .
34She grabs hold of you by the nose and makes you forget everything.
32Abhī-abhī yād mē̃ haĩ , bahut harṣhit rahtē haĩ . 33Ōhō !
35One moment, you are in remembrance and very cheerful: “Oho!
34Ham wonder of world svarg K|kē mālik ban rahē haĩ , phir bhūl jātē haĩ tō murjhā paṛtē haĩ .
36We are becoming the masters of heaven, the wonder of the world”. 37Then, the next moment, you forget this and wilt.
35Aisā murjhā jātē haĩ jō bhīl bhī aisā murjhāyā huā na hō .
38Some wilt so much! 39Even the bheels (poor ones) don’t wilt as much.
36Zarā bhī jaisēki samajhtē hī nahī̃ ki ham svarg mē̃ jānē vālē haĩ . 37Hamkō bēhad kā bāp paṛhā rahē haĩ .
40It is as though they don’t even understand that they are going to heaven, that the unlimited Father is teaching us.
38Jaisē ēkdam murdē ban jātē haĩ .
41It is as though they become complete corpses.
39Vah khuśhī , naśhā nahī̃ rahtā .
42That happiness and intoxication doesn’t remain.
40Abhī wonder of world key|kī sthāpanā hō rahī hai .
43The establishment of the wonder of the world is now taking place.
41Wonder of world kā śhrīkr̥iṣhṇa hai prince .
44Shri Krishna was the prince of the wonder of the world.
42Yah bhī tum jāntē hō .
45You also understand this.
43Kr̥iṣhṇa janmāṣhṭamī par bhī jō gyān mē̃ hōśhiyār haĩ vah samjhātē hōṅgē .
46Those who are clever in knowledge would explain about the birthday of Krishna (Janamashtmi).
44Śhrīkr̥iṣhṇa wonder of world kā prince thā .
47Shri Krishna was the prince of the wonder of the world.
45Vah satyug phir kahā̃ gayā !
48Where did that golden age go to?
46Satyug sē lēkar sīṛhī kaisē utarē .
49How did you come down the ladder from the golden age?
47Satyug sē kaliyug kaisē huā ?
50How did the golden age become the iron age?
48Utartī kalā kaisē huī ?
51How did the stage of descent come?
49Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hī āyēgā .
52This only enters the intellects of you children.
50Us khuśhī sē samjhānā chāhiē . 51Śhrīkr̥iṣhṇa ā rahē haĩ .
53You should explain with happiness that Shri Krishna is coming.
52Kr̥iṣhṇa kā rājya phir sthāpan hō rahā hai .
54The kingdom of Krishna is being established once again.
53Yah sunkar bhāratvāsiyō̃ kō bhī khuśhī hōnī chāhiē .
55The people of Bharat should be happy to hear this.
54Parantu yah umaṅg unhō̃ kō āyēgā jō takdīrvān hōṅgē .
56However, only those who are fortunate will have that enthusiasm.
55Duniyā K|kē manuṣhya tō ratnō̃ kō bhī patthar samajhkar phēṅk dēgē .
57People of the world even throw away these jewels thinking that they are stones.
56Yah avināśhī gyān ratna haĩ nā .
58These jewels are the imperishable jewels of knowledge.
57In gyān ratnō̃ kā sāgar hai bāp .
59The Father is the Ocean of these jewels of knowledge.
58In ratnō̃ key|kī bahut value hai .
60These jewels of knowledge are very valuable.
59Yah gyān ratna dhāraṇ karnē haĩ .
61You have to imbibe these jewels of knowledge.
60Abhī tum gyān sāgar sē direct suntē hō tō phir aur kuchh bhī sunnē key|kī darkār hī nahī̃ .
62You are now listening directly to the Ocean of Knowledge. 63Therefore, there is no need to listen to anything else.
61Satyug mē̃ yah hōtē nahī̃ .
64These jewels do not exist in the golden age.
62Na vahā̃ L . L . be|B . , na surgeon ādi bannā hōtā hai .
65There are no LLBs (barristers) there, nor does anyone there have to become a surgeon, etc.
63Vahā̃ yah knowledge hī nahī̃ .
66This knowledge doesn’t exist there.
64Vahā̃ tō tum prālabdh bhōgtē hō .
67There, you experience the reward.
65Tō janmāṣhṭamī par bachchō̃ kō achchhī rīti samjhānā hai .
68So, you children have to explain about the birthday of Krishna very well.
66Anēk bār murlī bhī chalī huī hai .
69So many murlis have been spoken about this.
67Bachchō̃ kō vichār sāgar manthan karnā hai , tab hī points nikalē̃gī .
70You children have to churn the ocean of knowledge; only then will points emerge.
68Bhāṣhaṇ karnā hai tō savērē uṭhkar likhnā chāhiē , phir paṛhnā chāhiē .
71If you want to give a lecture, then wake up early in the morning and write it down, and then read it through.
69Bhūlī huī points phir add karnī chāhiē .
72The points you forgot should be added.
70Issē dhārṇā achchhī hōgī phir bhī likhat muāphik sab nahī̃ bōl sakē̃gē . 71Kuchh na kuchh points bhūl jāyēṅgē .
73You will be able to imbibe them well. 74However, not everyone can speak everything that they wrote down; one point or another will be forgotten.
72Tō samjhānā hōtā hai , kr̥iṣhṇa kaun hai , yah tō wonder of world kā mālik thā .
75Therefore, you have to explain who Krishna was. 76He was the master of the wonder of the world.
73Bhārat hī paradise thā .
77Bharat was Paradise.
74Us paradise kā mālik śhrīkr̥iṣhṇa thā .
78Shri Krishna was the master of that Paradise.
75Ham āpkō sandēśh sunātē haĩ ki śhrīkr̥iṣhṇa ā rahē haĩ .
79We are giving you the message that Shri Krishna is coming.
76Rājyōg bhagvān nē hī sikhāyā hai . 77Ab bhī sikhlā rahē haĩ .
80God Himself taught Raj Yoga and He is teaching us this even now.
78Pavitratā kē liē bhī puruṣhārth karā rahē haĩ , double sirtāj dēvtā banānē kē liē .
81He is enabling us to make effort to become pure in order to make us into double-crowned deities.
79Yah sab bachchō̃ kō smr̥iti mē̃ ānā chāhiē .
82You children should have all of this in your awareness.
80Jinkī practice hōgī vah achchhī rīti samjhā sakē̃gē .
83Those who have practised this will be able to explain very well.
81Kr̥iṣhṇa K|kē chitra mē̃ bhī likhat baṛī first class hai .
84The writing on Krishna’s picture is first-class.
82Is laṛāī kē bād svarg K|kē dvār khulnē haĩ .
85After this war, the gates to heaven will open.
83Is laṛāī mē̃ jaisē svarg samāyā huā hai .
86Heaven is merged in this war.
84Bachchō̃ kō bhī bahut khuśhī mē̃ rahnā chāhiē , janmāṣhṭamī par manuṣhya kapṛē ādi nayē pahantē haĩ .
87You children should remain in great happiness. 88On the day of Janamashtmi, people wear new clothes etc.
85Lēkin tum jāntē hō ki abhī ham yah purānā śharīr chhōṛ nayā kañchan śharīr lē̃gē .
89However, you now know that we will leave those old bodies and take new, pure bodies.
86Kañchan kāyā kahtē haĩ nā arthāt sōnē key|kī kāyā .
90It is said: A completely pure body, that is, a golden body.
87Ātmā bhī pavitra , śharīr bhī pavitra .
91Souls there are pure and the bodies are also pure.
88Abhī kañchan nahī̃ hai .
92At present they are not pure.
89Number-vār ban rahī hai .
93They are becoming that, numberwise.
90Kañchan banē̃gī hī yād kī yātrā sē .
94They will only become pure by having the pilgrimage of remembrance.
91Bābā jāntē haĩ bahut haĩ jinkō yād karnē kā bhī akla nahī̃ hai .
95Baba knows that there are many who don’t even have the sense to remember Baba.
92Yād kī jab mēhnat karē̃gē tab hī vāṇī jauhardār hōgī .
96It is when you make effort to have remembrance that your words become powerful.
93Abhī vah tākat kahā̃ hai .
97Where is that strength now?
94Yōg hai nahī̃ .
98There isn’t yoga.
95Lakṣhmī-nārāyaṇ bannē key|kī śhakla bhī chāhiē nā .
99Your faces have to show that you are becoming Lakshmi or Narayan.
96Paṛhāī chāhiē .
100You have to study.
97Kr̥iṣhṇa janmāṣhṭamī par samjhānā bahut sahaj hai .
101It is very easy to explain about the birthday of Shri Krishna.
98Kr̥iṣhṇa kē liē kahtē haĩ śhyām-sundar .
102It is of Krishna that it is said “The ugly and the beautiful one”.
99Kr̥iṣhṇa kō bhī kālā , nārāyaṇ kō bhī kālā , rām kō bhī kālā banāyā hai .
103They have made Krishna, Narayan and also Rama dark blue.
100Bāp khud kahtē haĩ , mērē bachchē jō pahlē gyān chitā par baiṭh svarg K|kē mālik banē̃ phir kahā̃ chalē gayē .
104The Father Himself says: Where did My children, who first sat on the pyre of knowledge and became the masters of heaven, go to?
101Kām chitā par baiṭh number-vār girtē chalē āyē .
105They sat on the pyre of lust and continued to fall, numberwise.
102Sr̥iṣhṭi bhī satōpradhān , satō , rajō , tamō bantī hai .
106The world changes from satopradhan, to sato, rajo and tamo.
103Tō manuṣhyō̃ key|kī avasthā bhī aisī hōtī hai .
107Similarly, the stage of human beings also becomes the same.
104Kām chitā par baiṭh sab śhyām arthāt kālē ban gayē haĩ .
108By sitting on the pyre of lust, they have all become ugly.
105Ab maĩ āyā hū̃ sundar banānē .
109I have now come to make everyone beautiful.
106Ātmā kō sundar banāyā jātā hai .
110Souls have to be made beautiful.
107Bābā har ēk key|kī chalan sē samajh jātē haĩ - mansā , vāchā , karmaṇā kaisē chaltē haĩ .
111Baba understands from the behaviour of each one of you what your thoughts, words and deeds are.
108Karma kaisē kartē haĩ , ussē patā paṛ jātā hai .
112It is understood from how you act.
109Bachchō̃ key|kī chalan tō baṛī first class hōnī chāhiē .
113The activity of you children should be really first-class.
110Mukh sē sadaiv ratna nikalnē chāhiē .
114Jewels should constantly emerge from your lips.
111Kr̥iṣhṇa jayantī par samjhānē kā bahut achchhā hai .
115It is very good to explain on the birthday of Krishna.
112Śhyām aur sundar key|kī topic hō .
116Have the topic of “The ugly and the beautiful one”.
113Kr̥iṣhṇa kō bhī kālā tō nārāyaṇ kō phir rādhē kō bhī kālā kyō̃ banātē haĩ ?
117Why do they make Krishna dark blue, and Narayan and Radhe dark blue too?
114Śhivliṅg bhī kālā patthar rakhtē haĩ .
118The Shivalingam is also of dark stone.
115Ab vah kōī kālā thōṛēhī hai .
119However, He is not dark.
116Śhiv hai kyā , aur chīz kyā banātē haĩ .
120Look what Shiva is and how He has been portrayed!
117In bātō̃ kō tum bachchē jāntē hō .
121Only you children understand these things.
118Kālā kyō̃ banātē haĩ - tum is par samjhā sakē̃gē .
122You can explain why they have made Him dark.
119Ab dēkhē̃gē bachchē kyā service kartē haĩ .
123Baba will now see what service you children do.
120Bāp tō kahtē haĩ - yah gyān sab dharm vālō̃ kē liē hai .
124The Father says: This knowledge is for those of all religions.
121Unhō̃ kō bhī kahnā hai bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē janma-janmāntar K|kē pāp kaṭ jāyēṅgē .
125You also have to tell them that the Father says: Remember Me and your sins of innumerable births will be cut away.
122Pavitra bannā hai .
126You have to become pure.
123Kiskō bhī tum rākhī bāndh saktē hō .
127You can tie a rakhi on anyone.
124European kō bhī bāndh saktē hō .
128You can tie them on the Europeans as well.
125Kōī bhī hō unkō kahnā hai - bhagvānuvāch , jarūr kōī tan sē kahē̃gē nā .
129Whoever they are, you have to tell them: These are God's versions. 130He would definitely say this through someone’s body.
126Kahtē haĩ māmēkam yād karō .
131He says: Remember Me alone.
127Dēh K|kē sab dharm chhōṛ apnē kō ātmā samjhō .
132Forget all your bodily religions and consider yourselves to be souls.
128Bābā kitnā samjhātē haĩ , phir bhī nahī̃ samajhtē haĩ tō bāp samajh jātē haĩ inkī takdīr mē̃ nahī̃ hai .
133Baba explains so much, yet they don’t understand. 134Therefore, the Father understands that it is not in their fortune.
129Yah tō samajhtē hōṅgē śhivbābā paṛhātē haĩ .
135They have to understand that Shiv Baba is teaching them.
130Rath bigar tō paṛhā na sakē̃ , iśhārā dēnā hī bas hai .
136He cannot teach without a chariot. 137It is enough just to give a signal.
131Kōī-kōī bachchō̃ kō samjhānē key|kī practice achchhī hai .
138Some children have a good practice of explaining.
132Bābā-mammā kē liē tō samajhtē hō yah ūñch pad pānē vālē haĩ .
139You understand that Baba and Mama will claim an elevated status.
133Mama bhī service kartī thī nā .
140Mama too used to do service.
134In bātō̃ kō bhī samjhānā hōtā hai .
141These aspects also have to be explained.
135Māyā K|kē bhī anēk prakār K|kē rūp hōtē haĩ .
142There are also many forms of Maya.
136Bahut kahtē haĩ hamārē mē̃ mama ātī hai , śhivbābā ātē haĩ parantu naī-naī points tō mukarar tan dvārā hī sunāyēṅgē ki dūsrē kisī dvārā sunāyēṅgē .
143Many say that Mama enters them or that Shiv Baba enters them. 144However, new points will only be given through the chariot that is fixed. 145Or, would they be given through anyone else?
137Yah hō nahī̃ saktā .
146That is not possible.
138Aisē tō bachchiyā̃ bhī bahut prakār key|kī points apnī bhī sunātī haĩ .
147In fact, there are many daughters who share their own points.
139Magazine mē̃ kitnī bātē̃ ātī haĩ .
148In the magazine, there are so many articles.
140Aisē nahī̃ ki mammā-bābā unmē̃ ātē , vah likhvātē haĩ .
149It isn’t that Mama or Baba enters them and dictates that.
141Nahī̃ , bāp tō yahā̃ direct ātē haĩ , tab tō yahā̃ sunnē kē liē ātē hō .
150No, the Father comes here directly; this is why you come here to listen to Him.
142Agar mammā-bābā kōī mē̃ ātē haĩ tō phir vahā̃ hī baiṭh unsē paṛhē̃ .
151If Mama or Baba entered anyone, you would sit there and study with them. 152No; everyone feels a pull to come here.
143Nahī̃ , yahā̃ ānē key|kī sabkō kaśhiśh hōtī hai .
153Those who live far away are attracted more.
144Dūr rahnē vālō̃ kō aur hī jāstī kaśhiśh hōtī hai .
154Therefore, you children can do a great deal of service on Janamashtmi.
145Tō bachchē janmāṣhṭamī par bhī bahut service kar saktē haĩ .
155When did Krishna take birth? 156No one knows this. 157Your aprons are now being filled.
146Kr̥iṣhṇa kā janm kab huā , yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .
158Therefore, you should remain happy, but Baba sees that some don’t have any happiness at all.
147Tumhārī ab jhōlī bhar rahī hai tō khuśhī rahnī chāhiē .
159It is as though they take a vow not to follow shrimat.
148Parantu bābā dēkhtē haĩ khuśhī kōī-kōī mē̃ bilkul hai nahī̃ .
160Serviceable children will think about service and only service.
149Śhrīmat par na chalnē kā tō jaisē kasam uṭhā lētē haĩ . 150Serviceable bachchō̃ kō tō jaisē service hī service sūjhtī rahēgī .
161They think that if they don’t do Baba’s service, that if they don’t show this path to others, it is as though they are blind.
151Samajhtē haĩ bābā key|kī service nahī̃ key|kī , kiskō rāstā nahī̃ batāyā tō gōyā ham andhē rahē .
162These aspects have to be understood. 163There is a picture of Krishna on your badge.
152Yah samajhnē key|kī bāt hai nā .
164You can use it to explain.
153Badge mē̃ bhī kr̥iṣhṇa kā chitra hai , is par bhī tum samjhā saktē hō .
165Ask anyone why he has been shown as dark blue. 166No one will be able to tell you.
154Kōī sē bhī pūchhō inhō̃ kō kālā kyō̃ dikhāyā hai , batā nahī̃ sakē̃gē .
167It is written in the scriptures that Rama’s wife was abducted. 168However, such things don’t happen there.
155Śhāstrō̃ mē̃ likh diyā hai rām key|kī strī churāī gaī .
169Only you people of Bharat were residents of the land of angels.
156Parantu aisī kōī bāt vahā̃ hōtī nahī̃ .
170You have now become residents of the land of death.
157Tum bhāratvāsī hī paristānī thē , ab kabristānī banē haĩ phir gyān chitā par baiṭh daivī guṇ dhāraṇ kar paristānī bantē haĩ .
171You now sit on the pyre of knowledge and imbibe divine virtues in order to become residents of the land of angels. 172You children have to do service; give everyone this message.
158Service tō bachchō̃ kō karnī hai . 159Sabkō paigām dēnā hai .
173A great deal of understanding is needed for this.
160Ismē̃ baṛī samajh chāhiē . 161Itnā naśhā chāhiē - hamkō bhagvān paṛhātē haĩ .
174There has to be a great deal of intoxication that God is teaching us.
162Bhagvān kē sāth rahtē haĩ .
175We are living with God.
163Bhagvān K|kē bachchē bhī haĩ tō phir ham paṛhtē bhī haĩ .
176We are God’s children and we also study with Him.
164Boarding mē̃ rahtē haĩ tō phir bāhar kā saṅg nahī̃ lagēgā . 165Yahā̃ bhī school hai nā .
177When you live in a boarding school, you are not coloured by the things of the world outside.
166Kriściyan mē̃ phir bhī manners hōtē haĩ abhī tō bilkul no|know manners , tamōpradhān patit haĩ .
178This too is a school. 179At least Christians have manners, but people now have no manners and are impure and tamopradhan.
167Dēvtāō̃ kē āgē jākar māthā ṭēktē haĩ .
180They go in front of the deities and bow their heads.
168Kitnī unkī mahimā hai .
181Their praise is so great.
169Satyug mē̃ sabhī K|kē daivī character thē , abhī āsurī character haĩ .
182In the golden age they all had divine characters. 183They now have devilish characters.
170Aisē-aisē tum bhāṣhaṇ karō tō sunkar bahut khuśh hō jāē̃ .
184Give lectures in this way and everyone will become very happy listening to you.
171Mukh chhōṭā bāt baṛī - yah kr̥iṣhṇa kē liē kahtē haĩ .
185It is said of Krishna that He is small, yet he talks big.
172Abhī tum kitnī baṛī bātē̃ suntē hō , itnā baṛā bannē kē liē .
186You now listen to great versions in order to become so great.
173Tum rākhī kōī kō bhī bāndh saktē hō .
187You can tie a rakhi on anyone.
174Yah bāp kā paigām tō sabkō dēnā hai .
188Give the Father’s message to everyone.
175Yah laṛāī svarg kā dvār khōltī hai .
189It is through this war that the gates to heaven will open.
176Ab patit sē pāvan bannā hai .
190You now have to become pure from impure.
177Bāp kō yād karnā hai .
191You have to remember the Father.
178Dēhdhārī kō nahī̃ yād karnā hai .
192Do not remember bodily beings.
179Ēk hī bāp sarv key|kī sadgati kartē haĩ .
193Only the one Father grants salvation to everyone.
180Yah hai hī iron aged world .
194This is the iron-aged world.
181Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ bhī number-vār purūṣhārth anusār dhārṇā hōtī hai , school mē̃ bhī scholarship lēnē kē liē bahut mēhnat kartē haĩ .
195The intellects of you children imbibe this knowledge, numberwise, according to the efforts you make. 196In schools they make a great deal of effort to claim a scholarship.
182Yahā̃ bhī kitnī baṛī scholarship hai .
197Here, too, there is a very big scholarship to be gained.
183Service bahut hai . 184Mātāyē̃ bhī bahut service kar saktī haĩ , chitra bhī sab uṭhāō .
198There is a great deal of service to be done. 199The mothers can do a great deal of service. 200Use all the pictures.
185Kr̥iṣhṇa kā kālā , nārāyaṇ kā kālā , rāmachandra kā bhī kālā chitra uṭhāō , śhiv kā bhī kālā . . . . phir baiṭh samjhāō .
201Use the dark blue pictures of Krishna, Narayan, Ramachandra and Shiva, and sit and explain them. 202Why have they made the deities dark blue?
186Dēvtāō̃ kō kālā kyō̃ kiyā hai ?
203Explain the ugly and the beautiful one.
187Śhyām-sundar . 188Śhrīnāth dvārē jāō tō bilkul kālā chitra hai .
204If you go to the Shrinath Temple you can see completely dark pictures. 205Therefore, collect such pictures.
189Tō aisē-aisē chitra ikaṭṭhē karnē chāhiē .
206You can also show your own (Baba’s) pictures.
190Apnā bhī dikhānā chāhiē . 191Śhyām-sundar kā arth|earth samjhākar kahō ki tum bhī ab rākhī bāndh , kām chitā sē utar gyān chitā par baiṭhē̃gē tō gōrā ban jāyēṅgē .
207Explain the meaning of the ugly and the beautiful one and tell them: You should now have a rakhi tied. 208Step down from the pyre of lust. 209By sitting on the pyre of knowledge, you will become beautiful.
192Yahā̃ bhī tum service kar saktē hō .
210You can also do service here.
193Bhāṣhaṇ bahut achchhī rīti kar saktē hō ki inhō̃ kō kālā kyō̃ kiyā hai !
211You can give very good lectures about why the deities have been portrayed as dark blue.
194Śhivliṅg kō bhī kālā kyō̃ kiyā hai !
212Why has the Shivalingam been shown dark?
195Sundar aur śhyām kyō̃ kahtē haĩ , ham samjhāyē̃ .
213We will explain why it is said, “The beautiful and the ugly one”.
196Ismē̃ kōī nārāz nahī̃ hōgā .
214No one will become upset by this.
197Service tō bahut sahaj hai .
215Service is very easy.
198Bāp tō samjhātē rahtē haĩ - bachchē , achchhē guṇ dhāraṇ karō , kul kā nām bālā karō .
216The Father continues to explain: Children, imbibe virtues well. 217Glorify the name of your clan.
199Tum jāntē hō abhī ham ūñch tē ūñch brāhmaṇ kul K|kē haĩ .
218You know that you now belong to the highest-on-high Brahmin clan.
200Phir rākhī bandhan kā arth|earth tum kōī kō bhī samjhā saktē hō .
219So you can explain to anyone the meaning of tying a rakhi.
201Vēśhyāō̃ kō bhī samjhākar rākhī bāndh saktē hō .
220You can also explain to prostitutes and tie rakhis on them too.
202Chitra bhī sāth mē̃ hō̃ .
221Keep the pictures with you.
203Bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō - yah pharmān mānnē sē tum gōrē ban jāyēṅgē .
222The Father says: Remember Me alone. 223By obeying this order you will become beautiful.
204Bahut yuktiyā̃ haĩ .
224There are many methods.
205Kōī bhī nārāz nahī̃ hōgā .
225No one will become upset.
206Kōī bhī manuṣhya mātra kiskī sadgati kar nahī̃ saktē sivāē ēk K|kē . 207Bhal rākhī bandhan kā din na hō , kabhī bhī rākhī bāndh saktē hō .
226No one but One can grant salvation to anyone. 227Even if it is not the occasion of Rakhi, you can still tie a rakhi on someone at any time.
208Yah tō arth|earth samajhnā hai .
228The meaning of that has to be understood.
209Rākhī jab chāhē tab bāndhī jā saktī hai .
229A rakhi can be tied whenever you want.
210Tumhārā dhandhā hī yah hai .
230This is your business.
211Bōlō , bāp kē sāth pratigyā karō .
231Tell them to make a promise to the Father.
212Bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō tō pavitra ban jāyēṅgē .
232Tell them: The Father says: Remember Me alone and you will become pure.
213Masjid mē̃ bhī jākar tum unkō samjhā saktē hō . 214Ham rākhī bāndhnē kē liē āyē haĩ . 215Yah bāt tumkō bhī samajhnē kā hak hai .
233You can even go to the mosques and explain to them that you have come to tie a rakhi on them and that they also have a right to understand this matter.
216Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō pāp kaṭ jāyēṅgē , pāvan ban pāvan duniyā kā mālik ban jāyēṅgē .
234The Father says: Remember Me and your sins will be cut away. 235Become pure and you will become the masters of the pure world.
217Abhī tō patit duniyā hai nā .
236This world is now impure.
218Golden age thī jarūr , ab iron age hai .
237There definitely was the golden age.
219Tumkō golden age mē̃ khudā kē pās nahī̃ jānā hai ?
238It is now the iron age. 239Do you not want to go to Khuda in the golden age?
220Aisē sunāō tō jhaṭ ākar charaṇō̃ par paṛē̃gē .
240Tell them in this way and they will quickly come and fall at your feet.
221Achchhā .
241Achcha.
222Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
242To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
223Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
243The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
224Dhārṇā kē liē mukhya sār :
244Essence for dharna:
2251 ) gyān ratnō̃ K|kē sāgar sē jō avināśhī gyān ratna prāpt hō rahē haĩ , unkī value rakhnī hai .
245 1. Value the imperishable jewels of knowledge that you attain from the Ocean of the jewels of knowledge.
226Vichār sāgar manthan kar svayã mē̃ gyān ratna dhāraṇ karnē haĩ .
246Churn the ocean of knowledge and imbibe these jewels yourself.
227Mukh sē sadaiv ratna nikālnē haĩ .
247Always let jewels emerge from your lips.
2282 ) yād kī yātrā mē̃ rahkar vāṇī kō jauhardār banānā hai .
248 2. Stay on the pilgrimage of remembrance and make your words powerful.
229Yād sē hī ātmā kañchan banē̃gī isliē yād karnē kā akla sīkhnā hai .
249It is only by having remembrance that the soul will become pure. 250Therefore, imbibe the wisdom to have remembrance.
Blessing
230Vardān : purānī dēh aur duniyā kō bhūlnē vālē bāpdādā K|kē diltakhtanaśhīn bhav
251Blessing: May you be seated on BapDada’s heart throne and forget your old bodies and the old world.
231Saṅgamyugī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā sthān hai hī bāpdādā kā diltakhta .
252 The place for the confluence-aged elevated souls is BapDada’s heart throne.
232Aisā takht sārē kalp mē̃ nahī̃ mil saktā .
253You cannot have such a throne at any other time in the whole cycle.
233Viśhva K|kē rājya kā vā state K|kē rājya kā takht tō miltā rahēgā lēkin yah takht nahī̃ milēgā - yah itnā viśhāl takht hai jō chalō , phirō , khāō-sōō lēkin sadā takhtnaśhīn rah saktē hō .
254You will continue to receive thrones for the kingdom of the world or the kingdom of a state, but you will not have this throne. 255This is such a huge throne that even when you walk, tour around, eat and sleep, you are always seated on this throne.
234Jō bachchē sadā bāpdādā K|kē diltakhtanaśhīn rahtē haĩ vē|way is purānī dēh vā dēh key|kī duniyā sē vismr̥it rahtē haĩ , isē dēkhtē huē bhī nahī̃ dēkhtē .
256The children who are always seated on BapDada’s heart throne forget their old bodies and the old world. 257They see them but do not see them.
Slogan
235Slōgan : had K|kē nām , mān , śhān kē pīchhē dauṛ lagānā arthāt parchhāī kē pīchhē paṛnā .
258Slogan: To chase after limited name, fame and honour means to chase after a shadow.
259*** Om Shanti ***