सोमवार 17 अगस्त 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
017-08-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 17/08/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - gyān sāgar bāp āyē haĩ gyān varṣhā kar is dhartī kō sabja banānē , abhī svarg key|kī sthāpanā hō rahī hai , usmē̃ chalnē kē liē daivī sampradāy kā bannā hai ' '
1Essence: Sweet children, the Father, the Ocean of Knowledge, has come to rain knowledge and make this earth green again. 2Heaven is now being established. 3In order to go there, you need to belong to the deity community.
Question
2Praśhna : sarvōttam kul vālē bachchō̃ kā mukhya kartavya kyā hai ?
4Question: What main duty do you children, who belong to the most elevated clan, have?
Answer
3Uttar : sadā ūñchī rūhānī sēvā karnā . 4Yahā̃ baiṭhē vā chaltē-phirtē khās bhārat aur ām sārē viśhva kō pāvan banānā , śhrīmat par bāp K|kē madadgār bannā - yahī sarvōttam brāhmaṇō̃ kā kartavya hai .
5Answer: It is your constant duty to do elevated spiritual service. 6While sitting here and walking and moving around, to make Bharat in particular and the whole world in general pure, to become the Father's helpers by following shrimat is the duty of the most elevated Brahmins.
Song
5Gīt : jō piyā kē sāth hai …
7Song: Knowledge rains on those who are with the Beloved.
Murli
6Ōm śhānti .
8Om shanti.
7Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp samjhā rahē haĩ jō rūhānī bāp kē sāth haĩ kyōṅki bāp hai gyān kā sāgar .
9The spiritual Father is the Ocean of Knowledge. 10Therefore, the spiritual Father explains to the sweetest, spiritual children who are with Him.
8Kaun sā bāp ?
11Which Father is He?
9Śhivbābā .
12Shiv Baba.
10Brahmā bābā kō gyān kā sāgar nahī̃ kahē̃gē .
13Brahma Baba is not called the Ocean of Knowledge.
11Śhivbābā jiskō hī parampitā paramātmā kahā jātā hai .
14Shiv Baba is the One called the Supreme Father, the Supreme Soul.
12Ēk hai laukik jismānī pitā , dūsrā hai pārlaukik rūhānī pitā .
15One is a physical father, and the other is the spiritual Father from beyond this world.
13Vah śharīr kā pitā , vah ātmāō̃ kā pitā .
16One is the father of a body and the other is the Father of souls.
14Yah baṛī achchhī rīti samajhnē key|kī bātē̃ haĩ aur yah gyān sunānē vālā hai gyān sāgar .
17These matters have to be understood very well. 18That One is the Ocean of Knowledge who speaks this knowledge.
15Jaisē bhagvān sabkā ēk hai , vaisē gyān bhī ēk dē saktē haĩ .
19There is only one God for everyone and, similarly, only that One can give this knowledge.
16Bākī jō śhāstra gītā ādi paṛhtē haĩ , bhakti kartē haĩ vah kōī gyān nahī̃ , unsē gyān varṣhā nahī̃ hōtī hai , isliē bhārat bilkul hī sūkh gayā hai . 17Kaṅgāl hō gayā hai .
20However, the things people read in the scriptures, the Gita, etc., and the devotion they do, are not knowledge. 21Knowledge does not rain through those things. 22This is why Bharat has completely dried up; it has become impoverished.
18Vah barsāt bhī nahī̃ paṛtī hai tō jamīn ādi sab sūkh jātī hai .
23When there is no rain, all the land completely dries up.
19Vah hai bhakti mārg .
24That is the path of devotion.
20Uskō gyān mārg nahī̃ kahē̃gē .
25That cannot be called the path of knowledge.
21Gyān sē svarg key|kī sthāpanā hōtī hai .
26Heaven is established with knowledge.
22Vahā̃ hamēśhā dharnī sabja rahtī hai , kabhī sūkhtī nahī̃ .
27There, the land is always green; it never dries up.
23Yah hai gyān key|kī paṛhāī . 24Īśhvar bāp gyān dēkar daivī sampradāy banātē haĩ .
28This study is of knowledge: God, the Father, gives you knowledge and makes you into the deity community.
25Bāp nē samjhāyā hai maĩ tum sabhī ātmāō̃ kā bāp hū̃ .
29The Father has told you that He is the Father of all souls.
26Parantu mujhē aur mērē kartavya kō na jānnē kāraṇ hī manuṣhya itnē patit duḥkhī nidhankē ban gayē haĩ . 27Āpas mē̃ laṛtē rahtē haĩ .
30However, because of not knowing Me or My task, human beings have become very impure and unhappy orphans; they continue to fight among themselves.
28Ghar mē̃ bāp nahī̃ hōtā hai , bachchē laṛtē haĩ tō kahtē haĩ nā ki tumhārā bāp hai yā nahī̃ hai ?
31When there's no father in a family, the children fight among themselves. 32Then, they are asked: Do you not have a father?
29Is samay bhī sārī duniyā bāp kō jāntī nahī̃ .
33At this time too, no one in the world knows the Father.
30Na jānnē kāraṇ itnī durgati huī hai .
34Because He is not known, there has been so much degradation!
31Jānnē sē sadgati hōtī hai .
35By Him being known, there will be salvation.
32Sarv kā sadgati dātā ēk hai .
36The Bestower of Salvation for all is One.
33Unkō bābā kahā jātā hai .
37He is called Baba.
34Unkā nām śhiv hī hai .
38His name is always Shiva.
35Unkā nām kabhī badal nahī̃ saktā .
39His name can never change.
36Jab sanyās kartē haĩ tō nām badaltē haĩ nā .
40When people have renunciation, they change their names.
37Śhādī mē̃ bhī kumārī kā nām badaltē haĩ .
41When a girl gets married her name is changed.
38Yah yahā̃ bhārat mē̃ rivāj hai .
42This is the system here in Bharat.
39Bāhar mē̃ aisā nahī̃ hōtā hai .
43It is not like that elsewhere.
40Yah śhivbābā sabhī kā māī|my bāp hai .
44This Shiv Baba is the Mother and Father of everyone.
41Gātē bhī haĩ tum māt pitā . . . . . . bhārat mē̃ hī pukārtē haĩ - tumharī kr̥ipā tē sukh ghanērē .
45They even sing: You are the Mother and Father. 46It is only in Bharat that they call out and say: There is a lot of happiness due to Your mercy.
42Aisē nahī̃ ki bhakti mārg mē̃ bhagvān kr̥ipā kartē āyē haĩ .
47It isn't that God has been having mercy on the path of devotion; no.
43Nahī̃ , bhakti mē̃ sukh ghanērē hōtē hī nahī̃ .
48There isn't that much happiness on the path of devotion.
44Bachchē jāntē haĩ svarg mē̃ bahut sukh haĩ .
49You children know that there is a lot of happiness in heaven.
45Vah naī duniyā hai .
50That is the new world.
46Purānī duniyā mē̃ duḥkh hī hōtā hai .
51There is only sorrow in the old world.
47Jō jītē jī achchhī rīti marē huē haĩ unkē nām badal saktē haĩ .
52The names of those who have died alive very well can be changed.
48Parantu māyā jīt lētī hai tō brāhmaṇ sē badal śhūdra ban jātē haĩ isliē bābā nām nahī̃ rakhtē haĩ .
53However, when Maya defeats them they become shudras from Brahmins and this is why Baba no longer changes their names.
49Brāhmaṇō̃ key|kī mālā tō hōtī nahī̃ .
54There is no rosary of Brahmins.
50Tum bachchē sarvōttam ūñch kul vālē hō .
55You children belong to the most elevated clan.
51Ūñch rūhānī sēvā kartē hō .
56You do elevated spiritual service.
52Yahā̃ baiṭhē vā chaltē phirtē tum bhārat key|kī khās aur viśhva key|kī ām sēvā kartē hō .
57While sitting here and while walking and moving around, you serve Bharat in particular and the world in general.
53Viśhva kō tum pavitra banātē hō .
58You are purifying the world.
54Tum hō bāp K|kē madadgār .
59You are the Father's helpers.
55Bāp key|kī śhrīmat par chal tum madad kartē hō .
60You help by following the Father's shrimat.
56Yah bhārat hī pāvan bannē kā hai .
61Only this Bharat will become the pure land.
57Tum kahē̃gē ham kalp-kalp is bhārat kō pavitra banāē pavitra bhārat par rājya kartē haĩ .
62You say: We purify this Bharat every cycle and rule in the pure Bharat.
58Brāhmaṇ sē phir ham bhaviṣhya dēvī-dēvtā bantē haĩ .
63We are changing from Brahmins into the future deities.
59Virāṭ rūp kā chitra bhī hai .
64There is the variety-form image.
60Prajāpitā brahmā K|kē bachchē brāhmaṇ hī ṭhaharē .
65The children of Prajapita Brahma are Brahmins.
61Brāhmaṇ tab hōṅgē jab prajāpitā sammukh hōgā . 62Abhī tum sammukh hō .
66There can only be Brahmins when Prajapita Brahma is there in front of them.
63Tum har ēk prajāpitā brahmā key|kī aulād apnē kō samajhtē hō . 64Yah yukti hai .
67You are now personally in front of him. 68Each of you considers yourself to be a child of Prajapita Brahma.
65Aulād samajhnē sē bhāī-bahan hō jātē haĩ . 66Bhāī-bahan key|kī kabhī criminal āṅkh nahī̃ hōnī chāhiē .
69This is a tactic: by considering yourselves to be his children you become brothers and sisters.
67Abhī bāp ordinance nikāltē haĩ ki tum 63 janm patit rahē hō , ab pāvan duniyā svarg mē̃ chalnā chāhtē hō tō pavitra banō .
70Brothers and sisters must never have criminal vision. 71The Father is now issuing an ordinance: You have been impure for 63 births.
68Vahā̃ patit ātmā jā nahī̃ saktī isliē hī mujh bēhad K|kē bāp kō tum bulātē hō .
72Now, if you want to go to the pure world of heaven, become pure! 73Impure souls cannot go there.
69Yah ātmā śharīr dvārā bāt kartī hai .
74This is why you call out to Me, the unlimited Father, to come.
70Śhivbābā bhī kahtē haĩ maĩ is śharīr dvārā bāt kartā hū̃ .
75Souls speak through their bodies. 76Shiv Baba says: I too speak through this body.
71Nahī̃ tō maĩ kaisē āū̃ ?
77How else could I come?
72Mērā janm divya hai .
78My birth is divine.
73Satyug mē̃ haĩ daivīguṇō̃ vālē dēvtāyē̃ .
79In the golden age there are deities with divine virtues.
74Is samay haĩ āsurī guṇō̃ vālē manuṣhya .
80At the present time there are human beings with devilish traits.
75Yahā̃ K|kē manuṣhyō̃ kō dēvtā nahī̃ kahē̃gē . 76Phir bhal kōī bhī hō nām tō bahut baṛē-baṛē rakh dētē haĩ .
81Human beings here are not called deities, no matter who they are. 82They give themselves big titles.
77Sādhū apnē kō śhrī śhrī kahtē haĩ aur manuṣhyō̃ kō śhrī kahtē haĩ kyōṅki khud pavitra haĩ isliē śhrī śhrī kahtē haĩ .
83Saddhus call themselves Shri Shri and they call human beings Shri. 84Because they are pure, they call themselves Shri Shri when, in fact, they are human beings.
78Haĩ tō manuṣhya . 79Bhal vikār mē̃ nahī̃ jātē parantu vikārī duniyā mē̃ tō haĩ nā .
85Although they don't indulge in vice themselves, they still live in the vicious world.
80Tum bhaviṣhya mē̃ nirvikārī daivī duniyā mē̃ rājya karē̃gē .
86In the future you will rule in the viceless deity world.
81Hōṅgē vahā̃ bhī manuṣhya parantu daivī guṇō̃ vālē hōṅgē .
87There, too, they are human beings, but they have divine virtues.
82Is samay manuṣhya āsurī guṇō̃ vālē patit haĩ .
88At this time, human beings are impure and have devilish traits.
83Gurū nānak nē bhī kahā hai mūt palītī kapaṛ dhōē . . . . . . gurū nānak bhī bāp key|kī mahimā kartē haĩ .
89Guru Nanak spoke of how God washes the dirty, impure clothes. 90Guru Nanak also praised the Father.
84Ab bāp āyē haĩ sthāpanā aur vināśh karnē .
91The Father has now come to carry out establishment and destruction.
85Aur jō bhī dharm sthāpak haĩ vah sirph dharm sthāpan kartē haĩ aur dharmō̃ kā vināśh nahī̃ kartē haĩ , unhō̃ key|kī tō vr̥iddhi hōtī rahtī hai .
92All other founders of religions simply establish a religion; they don't destroy the other religions. 93Other religions continue to expand.
86Abhī bāp vr̥iddhi kō band kartē haĩ .
94The Father now puts a stop to that growth.
87Ēk dharm key|kī sthāpanā aur anēk dharmō̃ kā vināśh karā dētē haĩ .
95He establishes one religion and inspires the destruction of all the innumerable religions.
88Drama anusār yah hōnā hī hai .
96According to the drama, this has to happen.
89Bāp kahtē haĩ maĩ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā karātā hū̃ , jiskē liē tumkō paṛhā rahā hū̃ .
97The Father says: I inspire the establishment of the original eternal deity religion. 98I give teachings for this.
90Satyug mē̃ anēk dharm hōtē hī nahī̃ .
99In the golden age, none of those innumerable religions exist.
91Drama mē̃ in sabkē vāpis jānē key|kī nūndh hai .
100It is fixed in the drama for all of those souls to return home.
92Is vināśh kō kōī ṭāl nahī̃ saktē .
101No one can prevent destruction.
93Viśhva mē̃ śhānti tab hōtī hai jab vināśh hōtā hai .
102Only after destruction takes place can there be peace in the world.
94Is laṛāī dvārā hī svarg K|kē gate|get khultē haĩ .
103The gates to heaven open through this war.
95Yah bhī tum likh saktē hō ki yah mahābhārī laṛāī kalp pahlē bhī lagī thī .
104You can even write: This Great War (Mahabharat) also took place in the previous cycle.
96Tum pradarśhanī kā udghāṭan karātē hō tō yah likhō . 97Bāp paramdhām sē āyē haĩ - heaven kā udghāṭan karnē .
105When you have an exhibition inaugurated, you should write this down: The Father has come from the supreme abode in order to inaugurate heaven.
98Bāp kahtē haĩ maĩ heavenly god father heaven kā udghāṭan karnē āyā hū̃ .
106The Father says: I, Heavenly God, the Father, have come to inaugurate heaven.
99Bachchō̃ key|kī hī madad lētā hū̃ , svargvāsī banānē kē liē .
107However, I only take help from the children in order to make them into residents of heaven.
100Itnī sab ātmāō̃ kō pāvan nahī̃ tō kaun banāyē .
108Who else would purify all of these souls? 109There are many souls.
101Ḍhēr ātmāyē̃ haĩ . 102Ghar-ghar mē̃ tum yah samjhā saktē hō .
110Explain this in every home: You people of Bharat were satopradhan.
103Bhāratvāsī tum satōpradhān thē phir 84 janmō̃ bād tamōpradhān banē hō .
111Then, whilst taking 84 births, you became tamopradhan.
104Ab phir satōpradhān banō .
112Now, become satopradhan once again!
105Manmanā-bhav .
113Manmanabhav!
106Aisē mat kahō ki ham śhāstrō̃ kō nahī̃ māntē haĩ .
114Don't say that you don't believe in the scriptures.
107Bōlō , śhāstrō̃ kō aur bhaktimārg kō tō ham māntē thē parantu abhī yah bhaktimārg key|kī rāt pūrī hōtī hai .
115Tell them: We used to believe in the scriptures and the path of devotion, but the night of the path of devotion is now ending.
108Gyān sē din śhurū hōtā hai .
116The day begins with knowledge.
109Bāp āyē haĩ sadgati karnē .
117The Father has come to grant salvation.
110Samjhānē key|kī baṛī yukti chāhiē .
118You need great tact to explain to others.
111Kōī achchhī rīti dhārṇā kartē haĩ , kōī cum|kam kartē haĩ .
119Some are able to imbibe this very well and others a little less.
112Pradarśhanī mē̃ bhī jō achchhē-achchhē bachchē haĩ - vah achchhā samjhātē haĩ .
120The good children can explain well at exhibitions.
113Jaisē bāp teacher hai tō bachchō̃ kō bhī teacher bannā paṛē .
121Just as the Father is the Teacher, so His children, too, have to become teachers.
114Gāyā bhī jātā hai satgurū tārē , bāp kō kahā jātā hai sachkhaṇḍ key|kī sthāpanā karnē vālā sachchā bābā .
122It is said: The Satguru takes you across. 123The Father is called the true Baba who establishes the land of truth.
115Jhūṭh khaṇḍ sthāpan karnē vālā hai rāvaṇ .
124It is Ravan who establishes the land of falsehood.
116Ab jabki sadgati karnē vālā milā hai tō phir ham bhakti kaisē karē̃gē ?
125Now that we have found the One who grants salvation, why should we do devotion?
117Bhakti sikhlānē vālē haĩ anēk gurū lōg .
126It is the many gurus who teach devotion.
118Satgurū tō ēk hī hai .
127There is only the one Satguru.
119Kahtē bhī haĩ satgurū akāl . . . . . . phir bhī anēk gurū bantē rahtē haĩ .
128It is said that the Satguru is the Immortal One, yet many continue to become gurus.
120Sanyāsī , udāsī bahut prakār K|kē gurū lōg hōtē haĩ .
129There are many types of guru and sannyasi etc.
121Sikkh lōg khud hī kahtē haĩ satgurū akāl . . . . . arthāt jiskō kāl nahī̃ khātā .
130The Sikhs speak of the Satguru, the Immortal One. 131That means the One who never experiences death.
122Manuṣhya kō tō kāl khā jātā hai .
132Human beings experience death.
123Bāp samjhātē haĩ manmanābhav .
133The Father says: Manmanabhav!
124Unkā phir hai jap sāhēb kō tō sukh milē . . . . . . mukhya dō akṣhar haĩ .
134Those people (Sikhs) then say: Chant the Lord's name and you will receive happiness. 135There are the two main terms.
125Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō - jap sāhēb kō .
136The Father says: Remember Me, the Lord! 137Chant the Lord's name.
126Sāhēb tō ēk hai .
138There is only the one Lord.
127Gurūnānak nē bhī unkē liē iśhārā kiyā hai ki unkō japō .
139Guru Nanak also referred to Him when he said: Chant the name of that One.
128Vāstav mē̃ tumkō japnā nahī̃ hai , yād karnā hai .
140In fact, you don’t have to chant anything. 141Just remember Him!
129Yah hai ajapājāp . 130Mukh sē kuchh bōlō nahī̃ .
142This is the mantra that cannot be chanted.
131Śhiv-śhiv bhī kahnā nahī̃ hai .
143Don’t say anything with your mouth.
132Tumkō tō jānā hai śhāntidhām .
144You don’t even have to say, “Shiva, Shiva!”
133Ab bāp kō yād karō .
145You have to go to the land of silence.
134Ajapājāp bhī ēk hī hōtā hai jō bāp sikhlātē haĩ . 135Vah kitnē ghaṇṭē bajātē , āvāz kartē , mahimā kartē .
146Now remember the Father. 147There is only the one mantra that cannot be chanted and it is the Father who teaches it to you.
136Kahtē haĩ achatam kēśhavam . . . . . . lēkin ēk bhī akṣhar kō samajhtē nahī̃ .
148People ring so many bells and make so much noise and sing songs of praise.
137Sukh dēnē vālā tō ēk hī bāp hai . 138Vyās bhī unkō hī kahē̃gē .
149They sing many songs, but they don’t understand the meaning of even one of them.
139Unmē̃ knowledge hai jō dētē haĩ .
150Only the one Father gives happiness.
140Sukh bhī vahī dētē haĩ .
151He is also called Vyas.
141Tum bachchē samajhtē hō - ab hamārī chaṛhtī kalā hōtī hai .
152He gives you the knowledge that He has. 153He is the One who also gives happiness.
142Sīṛhī mē̃ kalāō̃ kō bhī dikhāyā hai .
154You children understand that your stage now has to ascend.
143Is samay kōī kalā nahī̃ hai . 144Maĩ nirguṇ hārē mē̃ . . . . . . .
155The different degrees have been portrayed in the picture of the ladder.
145Ēk nirguṇ sansthā bhī hai .
156At present no degrees remain.
146Ab bāp kahtē haĩ - bālak tō mahātmā misal hōtā hai .
157It is said, "I am without virtue, I have no virtues."
147Unmē̃ kōī avguṇ nahī̃ hai . 148Unkā phir nām rakh dētē haĩ nirguṇ bālak .
158There is an organisation called “Nirgun Balak” (children without virtue).
149Agar bālak mē̃ guṇ nahī̃ tō bāp mē̃ bhī nahī̃ . 150Sabmē̃ avguṇ haĩ .
159The Father says: Children are like mahatmas (great souls); they don’t have any defects.
151Guṇvān sirph dēvtāyē̃ bantē haĩ .
160People then gave that organisation that name (Nirgun Balak).
152Number one avguṇ hai jō bāp kō nahī̃ jāntē .
161If children have no virtues, then nor do their fathers; all have defects.
153Dūsrā avguṇ hai jō viṣhay sāgar mē̃ gōtā khātē haĩ .
162Only the deities are virtuous. 163The number one defect is not to know the Father.
154Bāp kahtē haĩ ādhākalp tumnē gōtā khāyā hai .
164The second defect is to flounder in the ocean of poison.
155Ab maĩ gyān sāgar tumkō kṣhīrsāgar mē̃ lē jātā hū̃ .
165The Father says: You have been floundering for half the cycle.
156Maĩ tō kṣhīr sāgar mē̃ jānē kē liē tumkō śhikṣhā dētā hū̃ .
166Now, I, the Ocean of Knowledge, am taking you to the ocean of milk.
157Maĩ inkē bājū mē̃ ākar baiṭhtā hū̃ , jahā̃ ātmā rahtī hai .
167I am giving you teachings so that you can be taken to the ocean of milk.
158Maĩ svatantr hū̃ . 159Kahā̃ bhī jā ā saktā hū̃ .
168I come and sit next to where this soul resides.
160Tum pitrō̃ kō khilātē hō tō ātmā kō khilātē hō nā .
169I am free, so I can come and go at any time.
161Śharīr tō bhasma hō jātā hai . 162Unkō dēkh bhī nahī̃ saktē .
170When you offer food to a departed soul, you are offering food to a departed spirit.
163Samajhtē hō phalānē key|kī ātmā kā śhrādh hai .
171The body has already been burnt out; that cannot even be seen.
164Ātmā kō bulāyā jātā hai - yah bhī drama mē̃ part hai .
172You consider that food to be a special offering of bhog for that particular soul.
165Kabhī ātī hai , kabhī nahī̃ bhī ātī hai .
173That soul is then invoked. 174This too is part of the drama.
166Kōī batātē haĩ , kōī nahī̃ bhī batātē haĩ .
175Sometimes, that soul comes. 176Sometimes, he doesn’t come.
167Yahā̃ bhī ātmā kō bulātē haĩ , ākar bōltī hai .
177Some come and tell them how they are and others don’t.
168Parantu aisē nahī̃ batātī ki phalānī jagah janma liyā hai . 169Sirph itnā kahēgī ki ham bahut sukhī haĩ , achchhē ghar mē̃ janma liyā hai .
178Here, too, when a soul is called, he comes and speaks, but he doesn’t tell you that he has taken birth at such-and-such a place. 179He just says: I am very happy. 180I have taken birth in a good home.
170Achchhē gyān vālē bachchē achchhē ghar mē̃ jāyēṅgē .
181The children who took knowledge well would go to a good home.
171Cum|kam gyān vālē cum|kam pad pāyēṅgē .
182Those who took less knowledge would receive a lower status.
172Bākī sukh tō hai .
183However, they do have happiness.
173Rājā bannā achchhā hai yā dāsī bannā achchhā ?
184Is it better to become a king or a servant?
174Rājā bannā hai tō is paṛhāī mē̃ lag jāō .
185In order to become a king, become busy in this study.
175Duniyā tō bahut gandī hai .
186This world is very dirty.
176Duniyā K|kē saṅg kō kahē̃gē kusaṅg .
187The company of the world is called bad company.
177Ēk sat kā saṅg hī pār kartā hai , bākī sab ḍubōtē haĩ .
188Only the company of the One takes you across; everyone else drowns you.
178Bāp tō sabkī janmapatrī jāntē haĩ nā .
189The Father knows the horoscope of each one.
179Yah pāp key|kī duniyā hai , tab tō pukārtē haĩ - aur kahī̃ lē chalō .
190This is the world of sin, and this is why people call out: Take us somewhere else, away from this world.
180Ab bāp kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , mērā bankar phir mērī mat par chalō .
191The Father says: Sweetest children, belong to Me and then follow My directions.
181Yah bahut gandī duniyā hai .
192This is a very dirty world.
182Corruption hai .
193There is corruption.
183Lākhō̃-krōṛō̃ rūpayō̃ key|kī ṭhagī hōtī hai .
194There is fraud of hundreds of thousands of rupees.
184Ab bāp āyē haĩ bachchō̃ kō svarg kā mālik banānē tō athāh khuśhī hōnī chāhiē nā .
195The Father has now come to make you children into the masters of heaven. 196Therefore you should have infinite happiness.
185Vāstav mē̃ yah hai sachchī gītā .
197In fact, this is the true Gita.
186Phir yah gyān prāyaḥ lōp hō jāyēgā .
198This knowledge will later disappear.
187Abhī tumkō yah gyān hai phir dūsrā janma lē̃gē tō gyān khalās .
199You have this knowledge now, but it will have disappeared when you take your next birth.
188Phir hai prālabdh .
200At that time, there is the reward.
189Tumkō purūṣhōttam banānē kē liē bāp paṛhātē haĩ .
201The Father is teaching you in order to make you into the most elevated beings.
190Abhī tumnē bāp kō jānā hai .
202You now know the Father.
191Ab amarnāth key|kī yātrā hōtī hai . 192Bōlō , jinkō sūkṣhmavatan mē̃ dikhātē hō vah phir sthūl vatan mē̃ kahā̃ sē āyā ?
203Ask those who go on the pilgrimage to Amarnath (the Lord of Immortality): How could the One who is shown in the subtle region exist here in the corporeal world?
193Pahāṛ ādi tō yahā̃ haĩ nā .
204Mountains etc., exist here.
194Vahā̃ patit hō kaisē saktē ? 195Jō pārvatī kō gyān dētē haĩ .
205How could anyone impure sit there (in the subtle region) and give knowledge to Parvati?
196Barph kā liṅg baiṭh hāth sē banātē haĩ .
206They sit and make that lingam of ice with their hands.
197Vah tō kahā̃ bhī banā saktē haĩ .
207They could create that anywhere.
198Manuṣhya kitnē dhakkē khātē haĩ .
208Human beings stumble around so much!
199Samajhtē nahī̃ ki śhaṅkar kē pās pārvatī kahā̃ sē I|āī|eye jō unkō pāvan banāyēṅgē .
209They don’t understand from where Parvati could come to Shankar so that he could purify her.
200Śhaṅkar kōī paramātmā nahī̃ , vah bhī dēvtā hai .
210Shankar is not God; he is a deity.
201Manuṣhyō̃ kō kitnā samjhāyā jātā hai phir bhī samajhtē nahī̃ .
211So much is explained to human beings and yet they don’t understand.
202Pārasbuddhi ban nahī̃ saktē .
212They cannot become those with divine intellects.
203Pradarśhanī mē̃ kitnē ātē haĩ .
213So many people come to the exhibitions.
204Kahē̃gē knowledge tō bahut achchhī hai . 205Sabkō lēnī chāhiē .
214They say: This knowledge is very good; everyone should receive it.
206Arē tum tō lō|low . 207Kahē̃gē hamkō phursat nahī̃ .
215Tell them: Oh! but at least you should take it first!
208Pradarśhanī mē̃ yah bhī likhnā chāhiē ki is laṛāī K|kē pahlē bāp svarg kā udghāṭan kar rahē haĩ .
216Then, they reply that they don’t have the time. 217Also write at the exhibitions: The Father is inaugurating heaven before the war takes place.
209Vināśh kē bād svarg K|kē dvār khul jāyēṅgē .
218The gates to heaven will open after destruction.
210Bābā nē kahā thā har ēk chitra mē̃ likhō - pārlaukik parampitā paramātmā trimūrti śhiv bhagvānuvāch .
219Baba says: Write on every picture: The parlokik, Supreme Father, the Supreme Soul, Trimurti God Shiva, speaks.
211Trimūrti na likhnē sē kahē̃gē śhiv tō nirākār hai , vah kaisē gyān dēgē ?
220When you don’t write “Trimurti” they say: Shiva is incorporeal. 221How can He give knowledge?
212Samjhāyā jātā hai yahī pahlē gōrā thā , kr̥iṣhṇa thā phir ab sāṅvarā manuṣhya banā hai .
222It is then explained: This one was at first beautiful; he was Krishna. 223He has now become an ugly human being.
213Ab tumkō manuṣhya sē dēvtā banātē haĩ .
224You are now being made into deities from human beings.
214Phir history repeat hōnī hai .
225Then, history has to repeat.
215Gāyan bhī hai manuṣhya sē dēvtā kiyē . . . . . . . . phir sīṛhī utar manuṣhya bantē haĩ .
226It is said that it didn’t take God long to change humans into deities.
216Phir bāp ākar dēvtā banātē haĩ .
227Then, they come down the ladder and become human beings.
217Bāp kahtē haĩ mujhē ānā paṛtā hai .
228The Father then comes and makes them into deities.
218Kalp-kalp , kalp K|kē saṅgamyugē ātā hū̃ .
229The Father says: I have to come, I come at the confluence of every cycle.
219Yugē-yugē kahnā wrong hai .
230To say that I come in every age is wrong.
220Maĩ saṅgamyug par ākar tumkō puṇya ātmā banātā hū̃ .
231I come at the confluence age and make you into charitable souls.
221Phir rāvaṇ tumkō pāp ātmā banātē haĩ .
232Then Ravan makes you into sinful souls.
222Bāp hī purānī duniyā kō naī duniyā banātē haĩ .
233Only the Father changes the old world and makes it new.
223Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
234These matters have to be understood.
224Achchhā .
235Achcha.
225Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
236To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
226Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
237The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
227Dhārṇā kē liē mukhya sār :
238Essence for dharna:
2281 ) bāp K|kē samān teacher bannā hai , baṛī yukti sē sabkō is jhūṭhkhaṇḍ sē nikāl sachkhaṇḍ mē̃ chalnē K|kē lāyak banānā hai .
239 1. Become a teacher like the Father. 240Remove everyone from this land of falsehood with great tact and make them worthy of going to the land of truth.
2292 ) duniyā kā saṅg kusaṅg hai , isliē kusaṅg sē kinārā kar ēk sat kā saṅg karnā hai .
241 2. The company of the world is bad company. 242Therefore, move away from bad company and stay in the company of the One who is the Truth.
230Ūñch pad kē liē is paṛhāī mē̃ lag jānā hai .
243In order to claim a high status, busy yourself in this study.
231Ēk bāp key|kī mat par hī chalnā hai .
244Follow the directions of the one Father.
Blessing
232Vardān : santuṣhṭatā dvārā sarv sē praśhansā prāpt karnē vālē sadā prasannchit bhav
245Blessing: May you be constantly happy and receive praise from everyone through your contentment.
233Santuṣhṭatā key|kī niśhānī pratyakṣha rūp mē̃ prasannatā dikhāī dēgī .
246 The sign of contentment is that happiness will be visible in a practical way.
234Aur jō sadā santuṣhṭ vā prasann rahtē haĩ unkī har ēk praśhansā avaśhya kartē haĩ .
247Those who remain constantly content and happy are definitely praised by everyone.
235Tō praśhansā , prasannatā sē hī prāpt kar saktē hō isliē sadā santuṣhṭ aur prasann rahnē kā viśhēṣh vardān svayã bhī lō|low aur aurō̃ kō bhī dō kyōṅki is yagya key|kī antim āhuti - sarv brāhmaṇō̃ key|kī sadā prasannatā hai .
248Only through your happiness can you receive praise; so take the special blessing of remaining constantly content and happy and also give this to others. 249The final offering into this sacrificial fire is the constant happiness of all Brahmins.
236Jab sabhī sadā prasann rahē̃gē tab pratyakṣhatā kā āvāj gūñjēgā arthāt vijay kā jhaṇḍā laharāyēgā .
250When you all remain constantly happy the sound of revelation will echo, that is, the flag of victory will be hoisted.
Slogan
237Slōgan : diamond ban diamond bannē kā message dēnā hī diamond jubilee manānā hai .
251Slogan: To be a diamond and to give the message of becoming a diamond is to celebrate the Diamond Jubilee.
252*** Om Shanti ***