गुरुवार 20 अगस्त 2020 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

020-08-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 20/08/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - apnī safety kē liē vikārō̃ rūpī māyā K|kē chambē sē sadā bachkar rahnā hai , dēh-abhimān mē̃ kabhī nahī̃ ānā hai ' '

1Essence: Sweet children, for your own safety, always protect yourself from the claws of Maya, the vices. 2Never become body conscious.

Question

2Praśhna  : puṇya ātmā bannē kē liē bāp sabhī bachchō̃ kō kaun-sī mukhya śhikṣhā dētē haĩ  ?

3Question: What main teachings does the Father give all of you children so that you can become charitable souls?

Answer

3Uttar  : bābā kahtē - bachchē , puṇyātmā bannā hai tō 1 . śhrīmat par sadā chaltē rahō .

4Answer: Baba says: Children, in order to become charitable souls: 1) Constantly continue to follow shrimat. 5Never become careless about the pilgrimage of remembrance.

4Yād kī yātrā mē̃ ġaphlat nahī̃ karō . 52 . ātma-abhimānī bannē kā pūrā-pūrā purūṣhārth kar kām mahāśhatru par jīt prāpt karō . 6Yahī samay hai - puṇyātmā ban is duḥkhdhām sē pār sukhdhām mē̃ jānē kā .

62) Make full effort to become soul conscious and gain victory over lust, the greatest enemy. 7This is the time to become a charitable soul and leave this land of sorrow and go across to the land of happiness.

Murli

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Bāp hī rōz bachchō̃ sē pūchhtē haĩ .

9It is the Father who questions you children every day.

9Śhivbābā kē liē aisē nahī̃ kahē̃gē ki bacaṛēvāl hai .

10You wouldn’t say that Shiv Baba has small children. 11Souls exist eternally.

10Ātmāyē̃ tō anādi haĩ hī .

12The Father also exists eternally.

11Bāp bhī hai . 12Is samay jabki bāp aur dādā dōnō̃ haĩ tab hī bachchō̃ key|kī sambhāl karnī hōtī hai .

13It is only at this time, when both Bap and Dada exist, that the children have to be looked after.

13Kitnē bachchē haĩ jinkī sambhāl karnī hōtī hai .

14There are so many children who have to be looked after.

14Ēk-ēk kā pōtāmēl rakhnā hōtā hai .

15He has to keep an account of each one.

15Jaisē laukik bāp kō bhī phurnā rahtā hai nā . 16Samajhtē haĩ - hamārā bachchā bhī is brāhmaṇ kul mē̃ ā jāē tō achchhā hai . 17Hamārē bachchē bhī pavitra ban pavitra duniyā mē̃ chalē̃ .

16Just as a physical father is concerned and feels it would be good if his children also became part of this Brahmin clan, so I too feel that My children should become pure and go to the pure world.

18Kahā̃ is purānē māyā K|kē nālē mē̃ bah na jāyē̃ .

17I don't want My children to be swept away down Maya's old gutter.

19Bēhad K|kē bāp kō bachchō̃ kā phurnā rahtā hai .

18The unlimited Father is concerned about the children.

20Kitnē centres haĩ , kis bachchē kō kahā̃ bhējnā hai jō safety mē̃ rahē̃ .

19There are so many centres. 20He knows which children He has to send where for their safety.

21Ājkal safety bhī muśhkil hai .

21Nowadays, it is very difficult to remain safe.

22Duniyā mē̃ kōī bhī safety nahī̃ hai .

22There isn’t any safety in the world. 23In heaven, everyone is safe.

23Svarg mē̃ tō har ēk key|kī safety hai . 24Yahā̃ kōī key|kī safety nahī̃ hai .

24Here, no one is safe; they become trapped somewhere or other in the claws of Maya, the vices.

25Kahā̃ na kahā̃ vikārō̃ rūpī māyā K|kē chambē mē̃ phans paṛtē haĩ .

25You souls are now being given these teachings. 26It is here that you have the company of the Truth.

26Abhī tum ātmāō̃ kō yahā̃ paṛhāī mil rahī hai . 27Sat kā saṅg bhī yahā̃ hai .

27You have to leave this land of sorrow and go across to the land of happiness.

28Yahā̃ hī duḥkhdhām sē pār sukhdhām mē̃ jānā hai kyōṅki ab bachchō̃ kō patā paṛā hai duḥkhdhām kyā hai , sukhdhām kyā hai .

28You children now understand what the land of sorrow is and what the land of happiness is. 29At this time it is truly the land of sorrow.

29Barōbar abhī duḥkhdhām hai . 30Hamnē pāp bahut kiyē haĩ aur vahā̃ puṇya ātmāyē̃ hī rahtī haĩ .

30We have committed a lot of sins here, whereas, when we are there, we will be charitable souls.

31Hamkō abhī puṇya ātmā bannā hai .

31We now have to become charitable souls.

32Abhī tum har ēk apnē 84 janmō̃ key|kī history-geography jān gayē hō .

32Each of you now knows the history and geography of your 84 births.

33Duniyā mē̃ kōī bhī 84 janmō̃ key|kī history-geography nahī̃ jāntē .

33No one in the world knows the history and geography of 84 births.

34Abhī bāp nē ākar sārī jīvan kahānī samjhāī hai .

34The Father has now come and explained your biography to you.

35Abhī tum jāntē hō hamē̃ pūrā puṇya ātmā bannā hai - yād kī yātrā sē .

35You now understand that you have to become complete charitable souls by staying on the pilgrimage of remembrance.

36Ismē̃ hī bahut dhōkhā khātē haĩ gaphlat karnē sē .

36It is by being carelessness in this that you are deceived a great deal.

37Bāp kahtē haĩ is samay ġaphlat achchhī nahī̃ hai .

37The Father says: It is not good to be careless at this time.

38Śhrīmat par chalnā hai .

38You have to follow shrimat.

39Usmē̃ bhī mukhya bāt kahtē haĩ ēk tō yād kī yātrā mē̃ rahō , dūsrā kām mahāśhatru par jīt pānī hai .

39In that too, the main thing Baba says is: First, stay on the pilgrimage of remembrance, and second, conquer lust, the greatest enemy.

40Bāp kō sab pukārtē haĩ kyōṅki unsē śhānti aur sukh kā varsā miltā hai ātmāō̃ kō .

40Everyone calls out to the Father because souls receive their inheritance of peace and happiness from Him.

41Āgē dēh-abhimānī thē tō kuchh patā nahī̃ paṛtā thā .

41Previously, when you were body conscious, you didn't know anything.

42Abhī bachchō̃ kō ātma-abhimānī banāyā jātā hai .

42You children are now being made soul conscious.

43Nayē kō pahlē-pahlē ēk had K|kē , dūsrā bēhad K|kē bāp kā parichay dēnā hai .

43New ones have to be given the introduction of firstly, their limited fathers and secondly, the unlimited Father.

44Bēhad K|kē bāp sē svarg ( bahiśht ) nasīb hōtā hai .

44From the unlimited Father you receive heaven as your fortune.

45Had K|kē bāp sē dōzak ( nark ) nasīb hōtā hai .

45From your limited fathers you receive hell as your fortune.

46Bachchā jab bālig bantā hai tō property kā hakdār bantā hai .

46When a child grows up he has a right to property.

47Jab samajh ātī hai phir dhīrē-dhīrē māyā K|kē adhīn ban paṛtē haĩ .

47When he develops understanding, he gradually becomes influenced by Maya.

48Vah sab hai rāvaṇ rājya ( vikārī duniyā ) key|kī rasm rivāz .

48All of those customs and systems belong to Ravan's kingdom, the vicious world.

49Abhī tum bachchē jāntē hō yah duniyā badal rahī hai .

49You children know that this world is now to change.

50Is purānī duniyā kā vināśh hō rahā hai .

50This old world is now to be destroyed.

51Ēk gītā mē̃ hī vināśh kā varṇan hai aur kōī śhāstra mē̃ mahābhārat mahābhārī laṛāī kā varṇan nahī̃ hai .

51Destruction is only mentioned in the Gita. 52There is no mention of the Mahabharat War, the Great War, in any other scripture.

52Gītā kā hai hī yah purūṣhōttam saṅgamyug .

53This is the most elevated confluence age of the Gita.

53Gītā kā yug mānā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā .

54The age of the Gita means the establishment of the original eternal deity religion.

54Gītā hai hī dēvī-dēvtā dharm kā śhāstra .

55The Gita is the scripture of the deity religion.

55Tō yah gītā kā yug hai , jabki naī duniyā sthāpan hō rahī hai .

56So, this is the age of the Gita when the new world is being established.

56Manuṣhyō̃ kō bhī badalnā hai . 57Manuṣhya sē dēvtā bannā hai .

57Human beings have to change; they have to change from ordinary human beings into deities.

58Naī duniyā mē̃ jarūr daivī guṇō̃ vālē manuṣhya chāhiē nā .

58Human beings with divine virtues are definitely needed for the new world.

59In bātō̃ kō duniyā nahī̃ jāntī .

59No one in the world knows these things.

60Unhō̃ nē kalp key|kī āyu kā time bahut dē diyā hai .

60They have made the duration of the cycle very long.

61Abhī tum bachchō̃ kō bāp samjhā rahē haĩ - tum samajhtē hō barōbar bābā hamkō paṛhātē haĩ .

61The Father is now explaining to you children and you understand that Baba truly is teaching you.

62Kr̥iṣhṇa kō kabhī bāp , teacher yā gurū nahī̃ kah saktē .

62Krishna can never be called the Father, Teacher or Guru.

63Kr̥iṣhṇa teacher hō tō sīkhā kahā̃ sē  ?

63If Krishna were the Teacher, from whom did he learn?

64Unkō gyān sāgar nahī̃ kahā jā saktā .

64He cannot be called the Ocean of Knowledge.

65Abhī tum bachchō̃ kō baṛō-baṛō̃ kō samjhānā hai , āpas mē̃ milkar rāy karnī hai ki service key|kī vr̥iddhi kaisē hō .

65You children now have to explain to eminent people. 66Get together and discuss how service can expand.

66Vihaṅg mārga key|kī service kaisē hō .

67How can service become fast?

67Brahmākumāriyō̃ kē liē jō itnā haṅgāmā kartē haĩ phir samajhē̃gē yah tō sachchē haĩ .

68Then, they will understand that the Brahma Kumaris, for whom they create so much chaos, are in fact right.

68Bākī duniyā tō hai jhūṭhī , isliē sach key|kī naīyā kō hilātē rahē̃gē .

69The rest of the world is false, and this is why they continue to rock the boat of truth.

69Tūphān tō ātē haĩ nā .

70Storms do come, do they not?

70Tum naīyā hō jō pār jātī hō .

71You are the boats that go across.

71Tum jāntē hō hamkō is māyāvī duniyā sē pār jānā hai .

72You understand that you have to go across from this world of Maya.

72Sabsē pahlē number mē̃ tūphān ātā hai dēh-abhimān kā .

73The first storm is body consciousness. 74That is the worst storm of all.

73Vah hai sabsē burā . 74Isnē hī sabkō patit banāyā hai .

75It is that vice that has made everyone impure.

75Tab tō bāp kahtē haĩ kām mahāśhatru hai .

76That is why the Father says: Lust is the greatest enemy.

76Yah jaisē bahut tēz tūphān hai .

77It is a very forceful storm.

77Kōī tō in par jīt pāyē huē bhī haĩ .

78Still some have conquered it.

78Gr̥ihastha vyavahār mē̃ gayē huē haĩ phir kōśhiśh kartē haĩ bachnē key|kī .

79Others who live at home with their families, are still trying to protect themselves from it.

79Kumār-kumāriyō̃ kē liē tō bahut sahaj hai isliē nām bhī gāyā huā hai kanhaiyā .

80This is very easy for kumars and kumaris. 81This is why the name "Kanhaiya" (Lord of the Kumaris) is remembered.

80Itnī kanyāyē̃ jarūr śhivbābā key|kī hōgī .

82So many kumaris must definitely belong to Shiv Baba.

81Dēhdhārī kr̥iṣhṇa key|kī tō itnī kanyāyē̃ hō na sakē̃ .

83Krishna was a bodily being; He couldn't have had so many kumaris.

82Abhī tum is paṛhāī sē paṭrānī ban rahē hō , ismē̃ pavitratā bhī mukhya chāhiē .

84You are now being made into queens through this study. 85Purity is the principal thing required for this.

83Apnē āpkō dēkhnā hai ki yād kā chart ṭhīk hai  ?

86Look at yourself and check that your chart of remembrance is good.

84Bābā kē pās kōī kā 5 ghaṇṭē kā , kōī kā 2-3 ghaṇṭē kā bhī chart ātā hai .

87Baba receives the charts of the children. 88Some have two to three hours of remembrance and some have five hours.

85Kōī tō likhtē hī nahī̃ haĩ . 86Bahut cum|kam yād kartē haĩ .

89Some don't write it at all; they remember Him very little.

87Sabkī yātrā ēkras hō na sakē .

90Not everyone's pilgrimage can be the same.

88Ajun ḍhēr bachchē vr̥iddhi kō pāyēṅgē .

91There will still be many more children to come.

89Har ēk kō apnā chart dēkhnā hai - maĩ kahā̃ tak pad pā sakū̃gā  ? 90Kahā̃ tak khuśhī hai  ?

92Each one of you has to check your chart and see to what extent you will be able to claim a status.

91Hamkō sadaiv khuśhī kyō̃ nahī̃ hōnī chāhiē .

93To what extent do you have the happiness of that?

92Jabki ūñch tē ūñch bāp K|kē banē haĩ . 93Drama anusār tumnē bhakti bahut kī hai .

94Since you now belong to the highest-on-high Father, why should you not be constantly happy?

94Bhaktō̃ kō phal dēnē kē liē hī bāp āyā hai .

95According to the drama, you have done a lot of devotion.

95Rāvaṇ rājya mē̃ tō vikarma hōtē hī haĩ .

96The Father has now come to give the devotees their fruit.

96Tum puruṣhārth kartē hō - satōpradhān duniyā mē̃ jānē kā .

97Sinful acts continue to be performed in Ravan's kingdom.

97Jō pūrā puruṣhārth nahī̃ karē̃gē tō satō mē̃ āyēṅgē .

98You are making effort to go to the satopradhan world.

98Sab thōṛēhī itnā gyān lē̃gē .

99Those who don’t make full effort will go into the sato stage.

99Sandēśh jarūr sunē̃gē .

100Not everyone will take as much knowledge.

100Phir kahā̃ bhī hōṅgē isliē kōnē-kōnē mē̃ jānā chāhiē .

101Everyone definitely has to receive the message wherever they are.

101Vilāyat mē̃ bhī mission jānī chāhiē .

102This is why you have to go to every corner.

102Jaisē bauddhiyō̃ key|kī , christians key|kī yahā̃ mission hai nā . 103Dūsrē dharm vālō̃ kō apnē dharm mē̃ lānē key|kī mission hōtī hai .

103This mission must also go abroad. 104Here, there are missions of Buddhists and Christians who come to convert people of other religions into their religions.

104Tum samjhātē hō ki ham asul mē̃ dēvī-dēvtā dharm K|kē thē . 105Ab hindū dharm K|kē ban gayē haĩ .

105You explain that we originally belonged to the deity religion and that we now belong to the Hindu religion.

106Tumhārē pās|pass bahut karkē hindū dharm vālē hī āyēṅgē .

106Generally, those of the Hindu religion will come to you.

107Unmē̃ bhī jō śhiv K|kē , dēvtāō̃ K|kē pujārī hōṅgē vah āyēṅgē .

107Among them too, it will be the worshippers of Shiva and those who worship the deities, who come.

108Jaisē bābā nē kahā - rājāō̃ key|kī sēvā karō .

108Baba has told you to serve the kings.

109Vah aksar karkē dēvtāō̃ K|kē pujārī hōtē haĩ .

109Mostly they are worshippers of the deities.

110Unhō̃ K|kē ghar mē̃ mandir rahtē haĩ .

110They have temples in their homes.

111Unhō̃ kā bhī kalyāṇ karnā hai .

111You have to bring them benefit too.

112Tum bhī samjhō ham bāp kē sāth dūrdēśh sē āyē haĩ .

112Consider yourselves to have come here with the Father from the faraway land.

113Bāp āyē hī haĩ naī duniyā sthāpan karnē .

113The Father has come to establish the new world.

114Tum bhī kar rahē hō .

114You are also doing that.

115Jō sthāpanā karē̃gē vah pālnā bhī karē̃gē .

115Those who establish it will also sustain it.

116Andar mē̃ naśhā rahnā chāhiē - ham śhivbābā kē sāth āyē haĩ daivī rājya sthāpan karnē , sārē viśhva kō svarg banānē .

116You should have the intoxication inside you, that you have come here with Shiv Baba to establish the deity kingdom and to make the whole world into heaven.

117Āśhcharya lagtā hai is dēśh mē̃ kyā-kyā kartē rahtē haĩ .

117One is amazed at what people continue to do in this world!

118Pūjā kaisē kartē haĩ .

118Look how they worship!

119Navrātri mē̃ dēviyō̃ key|kī pūjā hōtī hai nā . 120Rātri hai tō din bhī hai .

119During the Navratri (nine nights) festival of the goddesses they worship the goddesses.

121Tumhārā ēk gīt bhī hai nā - kyā kautak dēkhā … miṭṭī kā putlā banāē , śhrr̥iṅgār kar uskī pūjā kartē haĩ , unsē phir dil itnī lag jātī hai jō jab ḍubōnē jātē haĩ tō rō paṛtē haĩ .

120Since there is the night, there must also be the day. 121You have a song, "What wonder did you see?" 122They make clay images, decorate them and worship them. 123Their hearts become so attached to those images that, when they go to sink them, they cry.

122Manuṣhya jab martē haĩ tō arthī kō bhī lē jātē haĩ . 123Harībōl , harībōl kar ḍubō dētē haĩ .

124When a person has died, they take the body to the river and sink it while chanting God's name.

124Jātē tō bahut haĩ nā .

125Many go there.

125Nadī tō sadaiv hai .

126Those rivers exist eternally.

126Tum jāntē hō yah jamunā kā kaṇṭhā thā , jahā̃ rās vilās ādi kartē thē .

127You know that that dancing etc., used to take place on the banks of the River Jamuna.

127Vahā̃ tō baṛē-baṛē mahal hōtē haĩ .

128There will be huge palaces there.

128Tumkō hī jākar banānē haĩ .

129You will go and build them there.

129Jab kōī baṛā imtahān pās|pass kartē haĩ tō unkī buddhi mē̃ chaltā hai - pās|pass hōkar phir yah karē̃gē , makān banāyēṅgē .

130When someone is to pass an important examination, his intellect plans how he will have a house built after he passes his examination.

130Tum bachchō̃ kō bhī khyāl rakhnā hai - ham dēvtā bantē haĩ . 131Ab ham apnē ghar jāyēṅgē .

131You children also have to remain aware that you are becoming deities, that you are now to go to your home.

132Ghar kō yād kar khuśh hōnā chāhiē .

132You should be happy remembering your home.

133Manuṣhya musāphirī kar ghar lauṭtē haĩ tō khuśhī hōtī hai . 134Ham ab ghar jātē haĩ . 135Jahā̃ janm huā thā .

133When someone is returning from his travels, he becomes very happy that he is now going home to where he took birth.

136Ham ātmāō̃ kā bhī ghar hai mūlvatan .

134The home of you souls is the incorporeal world.

137Kitnī khuśhī hōtī hai .

135There is so much happiness!

138Manuṣhya itnī bhakti kartē hī haĩ mukti kē liē .

136Human beings do so much devotion in order to attain liberation.

139Parantu drama mē̃ part aisā hai jō vāpis jānē kā kōī kō miltā nahī̃ hai .

137However, no one has such a part in the drama that he can return home yet.

140Tum jāntē hō unhō̃ kō ādhākalp part jarūr bajānā hai .

138You know that they definitely have to play their parts for half the cycle.

141Hamārē ab 84 janm pūrē hōtē haĩ .

139Our 84 births are now coming to an end.

142Ab vāpis jānā hai aur phir rājdhānī mē̃ āyēṅgē .

140We now have to return home and then we will enter our kingdom.

143Bas ghar aur rājdhānī yād hai .

141Simply remember your home and kingdom.

144Yahā̃ baiṭhē bhī kōī-kōī kō apnē kārkhānē ādi yād rahtē haĩ .

142While sitting here, some people remember their factories etc.

145Jaisē dēkhō biṛlā hai , kitnē unkē kārkhānē ādi haĩ .

143For instance, look at Birla! 144He has so many factories.

146Sārā din unkō khyālāt rahtī hōgī .

145He would be concerned about all of them throughout the day.

147Unkō kahē̃ bābā kō yād karō tō kitnī unkō aṭak paṛēgī .

146If you were to tell him to remember Baba, he would have so many obstructions.

148Ghaṛī-ghaṛī dhandhā yād ātā rahēgā .

147He would repeatedly remember his business.

149Sabsē sahaj hai mātāō̃ kō , unsē bhī kanyāō̃ kō .

148It is easier for the mothers and even more easy for the kumaris.

150Jītē jī marnā hai , sārī duniyā kō bhūl jānā hai .

149Die a living death and forget the whole world!

151Tum apnē kō ātmā samajh śhivbābā K|kē bantē hō , iskō jītē jī marnā kahā jātā hai .

150When you consider yourself to be a soul and belong to Shiv Baba, it is called dying alive.

152Dēh sahit dēh K|kē sab sambandh chhōṛ apnē kō ātmā samajh śhivbābā kā ban jānā hai .

151Renounce your bodies and all bodily relations! 152Consider yourselves to be souls and belong to Shiv Baba!

153Śhivbābā kō hī yād kartē rahnā hai kyōṅki pāpō̃ kā bōjhā sir par bahut hai .

153Continue to remember Shiv Baba because there is a huge burden of sin on your heads.

154Dil tō sabkī hōtī hai , ham jītē jī markar śhivbābā kā ban jāyē̃ . 155Śharīr kā bhān na rahē .

154You all have the desire to die alive and belong to Shiv Baba. 155There should be no consciousness of the body.

156Ham aśharīrī āyē thē phir aśharīrī bankar jānā hai .

156We came bodiless and we have to return bodiless.

157Bāp K|kē banē haĩ tō bāp K|kē sivāē dūsrā kōī yād na rahē .

157We now belong to the Father. 158Therefore, we must not remember anyone but the Father.

158Aisā jaldī hō jāē tō phir laṛāī bhī jaldī lagē .

159If that were to happen soon, the war would also take place soon.

159Bābā kitnā samjhātē haĩ ham tō śhivbābā K|kē haĩ nā .

160Shiv Baba tells us so much that we belong to Him.

160Ham vahā̃ K|kē rahnē vālē haĩ .

161We are residents of that place.

161Yahā̃ tō kitnā duḥkh hai .

162Here, there is so much sorrow.

162Abhī yah antim janm hai .

163This is now the final birth.

163Bāp nē batāyā hai tum satōpradhān thē tō aur kōī nahī̃ thā .

164The Father has told you that when you were satopradhan, there were no others.

164Tum kitnē sāhūkār thē .

165You were so wealthy.

165Bhal is samay paisē kauṛī haĩ parantu yah tō kuchh hai nahī̃ .

166Money at this time is like shells. 167It is worth nothing, just shells.

166Kauṛiyā̃ haĩ . 167Yah sab alpkāl sukh kē liē hai .

168All of that is for temporary happiness.

168Bāp nē samjhāyā hai - past mē̃ dān-puṇya kiyā hai tō paisā bhī bahut miltā hai . 169Phir dān kartē haĩ .

169The Father has told you that when you donated a lot in the past and performed a lot of charity, you received a lot of wealth, and you donated that too.

170Parantu yah hai ēk janm key|kī bāt .

170However, that was only for one birth.

171Yahā̃ tō janma-janmāntar kē liē sāhūkār bantē haĩ .

171Here, you become wealthy for many births.

172Jitnā baṛā kahāvanā , utnā baṛā duḥkh pānā .

172Here, the more important one is, the more sorrow there is.

173Jinkō bahut dhan hai vah phir bahut phansē huē haĩ .

173Those who have a lot of wealth are trapped very much.

174Kabhī ṭhahar na sakē̃ .

174They can never come and stay here.

175Kōī sādhāraṇ garīb hī surrender hōṅgē .

175Only ordinary poor ones surrender themselves.

176Sāhūkār kabhī nahī̃ hōṅgē .

176Wealthy ones never do that.

177Vah kamātē hī haĩ putr-pōtrō̃ kē liē ki hamārā kul chaltā rahē .

177The money they earn is for their grandchildren in order to keep their clan going.

178Khud us ghar mē̃ nahī̃ ānē vālē haĩ .

178They themselves would not come into that same home.

179Putra pōtrē āyē̃ , jinhōnnē achchhē karma kiyē haĩ . 180Jaisē bahut dān jō kartē haĩ tō vah rājā bantē haĩ .

179The grandchildren who performed good acts previously would come, just as those who make many donations become kings.

181Parantu ever healthy tō nahī̃ haĩ .

180However, they are not everhealthy.

182Rājāī key|kī tō kyā huā , avināśhī sukh nahī̃ hai .

181So what if they rule a kingdom! 182They still don't have imperishable happiness.

183Yahā̃ kadam-kadam par anēk prakār K|kē duḥkh hōtē haĩ .

183Here, there are many types of sorrow at every step.

184Vahā̃ yah sab duḥkh dūr hō jātē haĩ .

184There, all of this sorrow will have been removed.

185Bāp kō pukārtē haĩ ki hamārē duḥkh dūr karō .

185People call out to the Father: "Remove our sorrow!"

186Tum samajhtē hō duḥkh dūr sab hōnē haĩ .

186You understand that all your sorrow is to be removed.

187Sirph bāp kō yād kartē rahē̃ .

187Simply continue to remember the Father.

188Sivāē ēk bāp K|kē aur kōī sē varsā mil nahī̃ saktā .

188You can't receive this inheritance from anyone but the one Father.

189Bāp sārē viśhva kā duḥkh dūr kartē haĩ .

189The Father removes all sorrow from the whole world.

190Is samay tō jānvar ādi bhī kitnā duḥkhī haĩ .

190At this time even animals experience so much sorrow.

191Yah hai hī duḥkhdhām .

191This is the world of sorrow.

192Duḥkh baṛhtā jātā hai , tamōpradhān bantē jātē haĩ .

192Sorrow is continually increasing and souls are continuing to become tamopradhan.

193Abhī ham saṅgamyug par baiṭhē haĩ . 194Vah sab kaliyug mē̃ haĩ .

193We are now at the confluence age, whereas everyone else is in the iron age.

195Yah hai puruṣhōttam saṅgamyug .

194This is the most elevated confluence age.

196Bābā hamkō purūṣhōttam banā rahē haĩ .

195Baba is making us into the most elevated human beings.

197Yah yād rahē tō bhī khuśhī rahē .

196Even by remembering this much, you can remain happy.

198Bhagvān paṛhātē haĩ , viśhva kā mālik banātē haĩ .

197God is teaching us and making us into the masters of the world.

199Yah bhalā yād karō .

198At least remember this much!

200Unkē bachchē bhagvān-bhagvatī hōnē chāhiē nā paṛhāī sē .

199By studying His teachings, His children should become gods and goddesses, should they not?

201Bhagvān tō sukh dēnē vālā hai phir duḥkh kaisē miltā hai  ?

200God is the Bestower of Happiness. 201So, how do you receive sorrow?

202Vah bhī bāp baiṭh samjhātē haĩ .

202The Father sits here and explains this.

203Bhagvān K|kē bachchē phir duḥkh mē̃ kyō̃ haĩ , bhagvān duḥkh hartā sukh kartā hai tō jarūr duḥkh mē̃ ātē haĩ tab tō gātē haĩ .

203Why are God's children experiencing sorrow? 204God is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness. 205People definitely must be experiencing sorrow, for that is why they sing this praise.

204Tum jāntē hō bāp hamkō rājyōg sikhā rahē haĩ .

206You know that the Father is teaching you Raj Yoga.

205Ham puruṣhārth kar rahē haĩ .

207You are making effort.

206Ismē̃ sanśhay thōṛēhī hō saktā hai .

208There cannot be any doubt about this.

207Ham be|B . K|kē . rājyōg sīkh rahē haĩ .

209You Brahma Kumars and Kumaris are studying Raj Yoga.

208Jhūṭh thōṛēhī bōlē̃gē .

210You are not telling lies.

209Kōī kō yah sanśhay āyē tō samjhānā chāhiē , yah tō paṛhāī hai .

211When someone has doubts, explain to him. 212This is a study.

210Vināśh sāmnē khaṛā hai .

213Destruction is in front of you.

211Ham haĩ saṅgamyugī brāhmaṇ chōṭī .

214We are Brahmins, the topknot of the confluence age.

212Prajāpitā brahmā hai tō jarūr brāhmaṇ bhī hōnē chāhiē .

215Prajapita Brahma is here. 216Therefore, there will definitely also be Brahmins here.

213Tumkō bhī samjhāyā hai tab tō niśhchay kiyā hai .

217This has also been explained to you and that is why you have faith.

214Bākī mukhya bāt hai yād kī yātrā , ismē̃ hī vighna paṛtē haĩ .

218However, the main thing is the pilgrimage of remembrance and it is in this that there are obstacles.

215Apnā chart dēkhtē rahō - kahā̃ tak bābā kō yād kartē haĩ , kahā̃ tak khuśhī kā pārā chaṛhtā hai  ?

219Continue to examine your chart and see to what extent you remember Baba and to what extent your mercury of happiness rises.

216Yah āntarik khuśhī rahnī chāhiē ki hamkō bāgavān-patit pāvan kā hāth milā hai , ham śhivbābā sē brahmā dvārā haiṇḍ-śēk kartē haĩ .

220You should be happy inside that you are now holding the hand of the Master of the Garden, the Purifier. 221You shake hands with Shiv Baba through Brahma Baba.

217Achchhā  !

222Achcha.

218Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

223To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

219Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

224The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

220Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

225Essence for dharna:

2211 ) apnē ghar aur rājdhānī kō yād kar apār khuśhī mē̃ rahnā hai .

226 1. Remember your home and kingdom and maintain limitless happiness.

222Sadā yād rahē - ab hamārī musāphirī pūrī huī , ham jātē haĩ apnē ghar , phir rājdhānī mē̃ āyēṅgē .

227Always remember that your journey is now coming to an end. 228We are now to go home and will then return to our kingdom.

2232 ) ham śhivbābā sē brahmā dvārā hand śēk kartē haĩ , vah bāgvān hamē̃ patit sē pāvan banā rahē haĩ .

229 2. You shake hands with Shiv Baba through Brahma Baba. 230That Master of the Garden is making you pure from impure.

224Ham is paṛhāī sē svarg key|kī paṭrānī bantē haĩ - isī āntarik khuśhī mē̃ rahnā hai .

231Through this study you are becoming queens of heaven. 232Keep this happiness inside you.

Blessing

225Vardān  : avyabhichārī aur nirvighna sthiti dvārā first janm key|kī prālabdh prāpt karnē vālē samīp aur samān bhav

233Blessing: May you be close and equal and receive the reward of the first birth by being unadulterated and in a stage of being free from obstacles.

226Jō bachchē yahā̃ bāp K|kē guṇ aur saṅskārō̃ K|kē samīp haĩ , sarv sambandhō̃ sē bāp kē sāth kā vā samāntā kā anubhav kartē haĩ vahī vahā̃ royal kul mē̃ first janm K|kē sambandh mē̃ samīp ātē haĩ .

234 1)The children who are close to the Father’s virtues and His sanskars and experience the Father’s company and equality in all relationships are the ones who can come close in the royal clan in the first birth.

2272 - first mē̃ vahī āyēṅgē jō ādi sē ab tak avyabhichārī aur nirvighna rahē haĩ .

2352) Only those who have been unadulterated and free from obstacles from the beginning until now will come first.

228Nirvighna kā arth|earth yah nahī̃ hai ki vighna āyē hī nahī̃ lēkin vighna vināśhak vā vighnō̃ kē ūpar sadā vijayī rahē̃ .

236To be free from obstacle does not mean that obstacles do not come, but that you are always a destroyer of obstacles and victorious.

229Yah dōnō̃ bātē̃ yadi ādi sē ant tak ṭhīk haĩ tō first janm mē̃ sāthī banē̃gē .

237If you have been fine in both of these stages from the beginning until now, you will be a companion in the first birth.

Slogan

230Slōgan  : silence key|kī power sē negative kō positive mē̃ parivartan karō .

238Slogan: With the power of silence, transform the negative into positive.

239*** Om Shanti ***