शुक्रवार 28 अगस्त 2020 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
028-08-2020 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 28/08/20 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - jitnā samay milē ēkānt mē̃ jākar yād kī yātrā karō , jab tum mañjil par pahũch jāyēṅgē tab yah yātrā pūrī hō jāyēgī ' '
1Essence: Sweet children, whenever you have time, go into solitude and stay on the pilgrimage of remembrance. 2Only when you reach your destination will your pilgrimage end.
Question
2Praśhna : saṅgam par bāp apnē bachchō̃ mē̃ kaun-sā aisā guṇ bhar dētē haĩ , jō ādhākalp tak chaltā rahtā hai ?
3Question: With which virtue, a virtue that continues for half the cycle does the Father fill His children at the confluence age?
Answer
3Uttar : bāp kahtē - jaisē maĩ ati sweet hū̃ , aisē bachchō̃ kō bhī sweet banā dētā hū̃ . 4Dēvtāyē̃ bahut sweet haĩ . 5Tum bachchē abhī sweet bannē kā purūṣhārth kar rahē hō .
4Answer: The Father says: Just as I am extremely sweet, so I also make you children sweet. 5Deities are very sweet.
6Jō bahutō̃ kā kalyāṇ kartē haĩ , jinmē̃ kōī śhaitānī khyālāt nahī̃ haĩ , vahī sweet haĩ .
6You children are now making effort to become sweet. 7Those who benefit many and who don’t have any devilish thoughts are sweet.
7Unhē̃ hī ūñch pad prāpt hōtā hai .
8They are the ones who claim a high status.
8Unkī hī phir pūjā hōtī hai .
9They are the ones who are later worshipped.
Murli
9Ōm śhānti .
10Om shanti.
10Bāp baiṭh samjhātē haĩ is śharīr kā mālik hai ātmā .
11The Father sits here and explains that the soul is the master of this body.
11Yah pahlē samajhnā chāhiē kyōṅki abhī bachchō̃ kō gyān milā hai .
12You children have now received knowledge. 13Therefore, you should first understand this.
12Pahlē-pahlē tō samajhnā hai ham ātmā haĩ .
14First of all, understand that you are souls.
13Śharīr sē ātmā kām lētī hai , part bajātī hai .
15Each soul works through a body and plays his part.
14Aisē-aisē khyālāt aur kōī manuṣhya kō ātē nahī̃ kyōṅki dēh-abhimān mē̃ haĩ .
16No other human beings have such thoughts because they are body conscious.
15Yahā̃ is khyāl mē̃ biṭhāyā jātā hai - maĩ ātmā hū̃ . 16Yah mērā śharīr hai .
17Here, each of you is made to sit with the thought that you are a soul and that that is your body.
17Maĩ ātmā parampitā paramātmā key|kī santān hū̃ .
18I, the soul, am a child of the Supreme Father, the Supreme Soul.
18Yah yād hī ghaṛī-ghaṛī bhūl jātī hai .
19You forget this remembrance again and again.
19Yah pahlē pūrī yād karnī chāhiē .
20First of all, remember this fully.
20Yātrā par jab jātē haĩ tō kahtē haĩ chaltē rahō .
21When people go on a pilgrimage they are told to keep moving on.
21Tumkō bhī yād kī yātrā par chaltē rahnā hai , yānī yād karnā hai .
22You too have to continue to move along on the pilgrimage of remembrance, that is, to have remembrance.
22Yād nahī̃ kartē , gōyā yātrā par nahī̃ chaltē . 23Dēh-abhimān ātā hai .
23If you don’t have remembrance, it means that you are not on the pilgrimage and that there is body consciousness.
24Dēh-abhimān sē kuchh na kuchh vikarma ban jātā hai .
24One or another sinful act is performed when there is body consciousness.
25Aisē bhī nahī̃ manuṣhya sadaiv vikarma kartē haĩ .
25It is not that human beings are always performing sinful acts.
26Phir bhī kamāī tō band hō jātī hai nā isliē jitnā hō sakē yād kī yātrā mē̃ ḍhīlā nahī̃ paṛnā chāhiē .
26If that were so, their income would stop. 27Therefore, as much as possible, never become slack on the pilgrimage of remembrance.
27Ēkānt mē̃ baiṭh apnē sāth vichār sāgar manthan kar points nikālnī hōtī haĩ .
28Sit in solitude, churn the ocean of knowledge and extract points.
28Kitnā samay bābā key|kī yād mē̃ rahtē haĩ , mīṭhī chīz key|kī yād paṛtī hai nā .
29For how long do you remain in remembrance of Baba? 30That which is sweet is automatically remembered.
29Bachchō̃ kō samjhāyā hai , is samay sabhī manuṣhya mātra ēk-dō kō nuksān hī pahuñchātē haĩ .
31It has been explained to you children that, at this time, human beings continue to cause a loss for one another.
30Sirph teacher key|kī mahimā bābā kartē haĩ , unmē̃ kōī-kōī teacher kharāb hōtē haĩ , nahī̃ tō teacher mānā teach karnē vālā , manners sikhlānē vālā .
32Baba only praises the teachers, but, even amongst them, some teachers are bad. 33Otherwise a teacher means one who teaches, one who teaches manners.
31Jō religious minded , achchhē svabhāv K|kē hōtē haĩ , unkī chalan bhī achchhī hōtī hai .
34The behaviour of those who are religiousminded and have good natures is good.
32Bāp agar śharāb ādi pītē haĩ tō bachchō̃ kō bhī vah saṅg lag jātā hai .
35If a father drinks alcohol etc., his children would be coloured by that company.
33Iskō kahē̃gē kharāb saṅg kyōṅki rāvaṇ rājya hai nā .
36That is called bad company because it is the kingdom of Ravan.
34Rāmrājya thā jarūr parantu vah kaisē thā , kaisē sthāpan huā , yah wonderful mīṭhī bātē̃ tum bachchē hī jāntē hō .
37There definitely was the kingdom of Rama, but only you children know about those wonderful sweet things - what it was like and how it was established.
35Sweet , sweeter , sweetest kahā jātā hai nā .
38It is said: Sweet, sweeter, sweetest.
36Bāp kī yād mē̃ rahkar hī tum pavitra ban aur pavitra banātē hō .
39Only by staying in remembrance of the Father do you become pure and make others pure.
37Bāp naī sr̥iṣhṭi mē̃ nahī̃ ātē haĩ .
40The Father doesn't enter the new world.
38Sr̥iṣhṭi mē̃ manuṣhya , jānvar , khētī-bāṛī ādi sab hōtā hai .
41In the world, there are human beings, animals, farms, fields etc.
39Manuṣhya kē liē sab kuchh chāhiē nā .
42Human beings need everything.
40Śhāstrō̃ mē̃ pralay kā vr̥itānt bhī wrong hai .
43The annihilation that is mentioned in the scriptures is wrong.
41Pralay hōtī hī nahī̃ . 42Yah sr̥iṣhṭi kā chakra phirtā hī rahtā hai .
44Total annihilation never takes place; the world cycle continues to turn.
43Bachchō̃ kō ādi sē ant tak khyāl mē̃ rakhnā hai .
45You children have to keep the beginning to the end of it in your awareness.
44Manuṣhyō̃ kō tō anēk prakār K|kē chitra yād ātē haĩ .
46People remember many types of pictures. 47They remember all the melas and gatherings etc.
45Mēlē malākhaṛē yād ātē haĩ .
48All of those are limited.
46Vah sabhī haĩ had K|kē , tumhārī hai bēhad key|kī yād , bēhad key|kī khuśhī , bēhad kā dhan . 47Bēhad kā bāp hai nā .
49Your remembrance is unlimited, your happiness is unlimited and your wealth is unlimited.
48Had K|kē bāp sē sab had kā miltā hai .
50He is the unlimited Father, is He not?
49Bēhad K|kē bāp sē bēhad kā sukh miltā hai .
51Everything you receive from a limited father is limited.
50Sukh hōtā hī hai dhan sē . 51Dhan tō vahā̃ apār hai .
52You receive unlimited happiness from the unlimited Father.
52Sab kuchh satōpradhān hai vahā̃ .
53Happiness is received through wealth.
53Tumhārī buddhi mē̃ hai , ham satōpradhān thē phir bannā hai .
54There is limitless wealth there. 55Everything there is satopradhan.
54Yah bhī tum abhī jāntē hō , tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ - sweet , sweeter , sweetest haĩ nā .
56It is in your intellects that you were satopradhan and that you have to become that again. 57You know it at this time.
55Bābā sē bhī sweet hōnē vālē haĩ .
58You are also sweet, sweeter and sweetest,numberwise.
56Vahī ūñch pad pāyēṅgē . 57Sweetest vah haĩ jō bahutō̃ kā kalyāṇ kartē haĩ .
59Those who become sweeter than Baba will claim a high status. 60Those who benefit many are the sweetest.
58Bāp bhī sweetest hai nā , tab tō sab unkō yād kartē haĩ .
61The Father is also the sweetest. 62This is why everyone remembers Him.
59Kōī śhahad yā chīnī kō hī sweetest nahī̃ kahā jātā . 60Yah manuṣhya key|kī chalan par kahā jātā hai .
63It isn't just honey and sugar that are sweet; it refers to the behaviour of human beings.
61Kahtē haĩ nā yah sweet child ( mīṭhā bachchā ) hai .
64It is sometimes said, “This one is a sweet child.”
62Satyug mē̃ kōī bhī śhaitānī bāt nahī̃ hōtī .
65In the golden age there is nothing devilish.
63Itnā ūñch pad jō pātē haĩ , jarūr yahā̃ purūṣhārth kiyā hai .
66You surely must have made effort here to receive such a high status.
64Tum abhī naī duniyā kō jāntē hō .
67You now know the new world.
65Tumhārē liē tō jaisē kal naī duniyā sukhdhām hōgī .
68For you, it is as though the new world of the land of happiness will be here tomorrow.
66Manuṣhyō̃ kō patā hī nahī̃ - śhānti kab thī .
69People don't know when there was peace.
67Kahtē haĩ viśhva mē̃ śhānti hō .
70They ask for peace in the world.
68Tum bachchē jāntē hō - viśhva mē̃ śhānti thī jō abhī phir sthāpan kar rahē hō .
71You children know that there was peace in the world and that you are now establishing that once again.
69Ab yah sabhī kō samjhāyē̃ kaisē ?
72How can you explain this to everyone?
70Aisī-aisī points nikālnī chāhiē , jiskī bahut chāhnā hai manuṣhyō̃ kō .
73You should extract such points about the things that people want a great deal.
71Viśhva mē̃ śhānti hō , iskē liē raṛī mārtē rahtē haĩ kyōṅki aśhānti bahut hai .
74It is because there is a great deal of peacelessness that they continue to cry out for peace in the world.
72Yah lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra sāmnē dēnā hai .
75Show them the picture of Lakshmi and Narayan.
73Inkā jab rājya thā tō viśhva mē̃ śhānti thī , unkō hī heaven deity world kahtē haĩ . 74Vahā̃ viśhva mē̃ śhānti thī .
76When it was their kingdom, there used to be peace in the world. 77That was called heaven, the deity world; there used to be peace in the world there.
75Āj sē 5 hazār varṣh pahlē key|kī bātē̃ aur kōī nahī̃ jāntē .
78No one else knows exactly what happened 5000 years ago.
76Yah hai mukhya bāt .
79This is the main thing.
77Sab ātmāyē̃ milkar kahtī haĩ viśhva mē̃ śhānti kaisē hō ?
80All souls everywhere ask how there can be peace in the world.
78Sabhī ātmāyē̃ pukārtī haĩ , tum yahā̃ viśhva mē̃ śhānti sthāpan karnē kā purūṣhārth kar rahē hō .
81All souls are calling out for peace, whereas you are making effort to establish peace in the world here.
79Jō viśhva mē̃ śhānti chāhtē haĩ unhē̃ tum sunāō ki bhārat mē̃ hī śhānti thī .
82Tell those who want peace in the world that there was peace in the world when there was only Bharat.
80Jab bhārat svarg thā tō śhānti thī , ab nark hai .
83When Bharat was heaven, there was peace, but it is now hell.
81Nark ( kaliyug ) mē̃ aśhānti hai kyōṅki dharm anēk haĩ , māyā kā rājya hai .
84In the iron age, there is peacelessness because of the innumerable religions that there now are; it is the kingdom of Maya.
82Bhakti kā bhī pomp hai .
85There is also the pomp of devotion.
83Din-pratidin vr̥iddhi hōtī jātī hai .
86Day by day, it continues to grow.
84Manuṣhya bhī mēlē malākhaṛē ādi par jātē haĩ , samajhtē haĩ jarūr kuchh sach hōgā .
87People go to melas and gatherings etc. thinking that there must definitely be some truth there.
85Abhī tum samajhtē hō unsē kōī pāvan nahī̃ ban saktē haĩ .
88You now understand that no one can become pure through those.
86Pāvan bannē kā rāstā manuṣhya kōī batā na sakē̃ .
89No human being can show you the path to become pure.
87Patit-pāvan ēk hī bāp hai .
90Only the one Father is the Purifier.
88Duniyā ēk hī hai , sirph naī aur purānī kahā jātā hai .
91There is only one world; it is simply called the new world and the old world.
89Naī duniyā mē̃ nayā bhārat , naī dēhlī kahtē haĩ .
92It is said that there is New Bharat and New Delhi in the new world.
90Naī hōnī hai , jismē̃ phir nayā rājya hōgā .
93It has to become new again and there will be a new kingdom there.
91Yahā̃ purānī duniyā mē̃ purānā rājya hai .
94Here, in the old world, there is the old kingdom.
92Purānī aur naī duniyā kiskō kahā jātā hai , yah bhī tum jāntē hō .
95Only you know what the old world is and what the new world is.
93Bhakti kā kitnā baṛā prastāv hai .
96There is so much expansion of devotion.
94Iskō kahā jātā hai agyān .
97That is called ignorance.
95Gyān sāgar ēk bāp hai .
98Only the one Father is the Ocean of Knowledge.
96Bāp tumkō aisē nahī̃ kahtē ki rām-rām kahō vā kuchh karō .
99The Father doesn't tell you to chant "Rama, Rama" or to do this or that; no.
97Nahī̃ , bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai world key|kī history-geography kaisē repeat hōtī hai . 98Yah education tum paṛh rahē hō .
100It has been explained to you children how the history and geography of the world repeat.
99Iskā nām hī hai rūhānī education . 100Spiritual knowledge .
101You are studying this education called spiritual knowledgenow.
101Inkā arth|earth bhī kōī nahī̃ jāntē .
102No one knows the meaning of this.
102Gyān sāgar tō ēk hī bāp kō kahā jātā hai .
103Only the one Father is called the Ocean of Knowledge.
103Vah hai - spiritual knowledgeful father .
104He is the spiritual, knowledge-full Father.
104Bāp rūhō̃ sē bāt kartē haĩ .
105The Father speaks to souls.
105Tum bachchē samajhtē hō rūhānī bāp paṛhātē haĩ .
106You children understand that the Father is teaching you.
106Yah hai spiritual knowledge .
107This is spiritual knowledge.
107Rūhānī knowledge kō hī spiritual knowledge kahā jātā hai .
108"Ruhani knowledge" is spiritual knowledge.
108Tum bachchē jāntē hō parampitā paramātmā bindī hai , vah hamkō paṛhātē haĩ .
109You children know that the Supreme Father, the Supreme Soul, is a point and that He is teaching you.
109Ham ātmāyē̃ paṛh rahī haĩ .
110We souls are studying.
110Yah bhūlnā nahī̃ chāhiē .
111Don't forget this.
111Ham ātmā kō jō knowledge miltī hai , phir ham dūsrī ātmāō̃ kō dētē haĩ .
112We souls then give the knowledge that we receive to other souls.
112Yah yād tab ṭhaharēgī jab apnē kō ātmā samajh bāp kī yād mē̃ rahē̃gē .
113Only when you consider yourselves to be souls and stay in remembrance of the Father can there be remembrance.
113Yād mē̃ bahut kachchē haĩ , jhaṭ dēh-abhimān ā jātā hai .
114Many are weak in remembrance. 115They very quickly become body conscious.
114Dēhī-abhimānī bannē key|kī practice karnī hai .
116You have to practise being soul conscious.
115Ham ātmā inkō saudā dētē haĩ .
117I, this soul, am making a deal with this one.
116Ham ātmā vyāpār kartē haĩ .
118I, a soul, am doing business.
117Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnē mē̃ hī phāydā hai .
119There is only benefit in considering yourself to be a soul and in remembering the Father.
118Ātmā kō gyān hai ham yātrā par haĩ .
120This soul has the knowledge that I am on a pilgrimage.
119Karma tō karnā hī hai .
121You do have to perform actions.
120Bachchō̃ ādi kō bhī sambhālnā hai . 121Dhandhā dhōrī bhī karnā hai .
122You also have to look after your children as well as your business.
122Dhandhē ādi mē̃ yād rahē ham ātmā haĩ , yah baṛā muśhkil hai .
123It is with great difficulty that anyone remembers “I am a soul” while doing business.
123Bāp kahtē haĩ kōī bhī ulṭā kām kabhī nahī̃ karnā .
124The Father says: Never perform any wrong acts.
124Sabsē baṛā pāp hai vikār kā .
125The greatest sin is to indulge in vice.
125Vahī baṛā taṅg karnē vālā hai .
126It is this that troubles everyone a great deal.
126Abhī tum bachchē pāvan bannē key|kī pratigyā kartē hō .
127You children now make a promise to become pure.
127Uskā hī yādgār yah rākhī bandhan hai .
128The memorial of this promise is Raksha Bandhan.
128Āgē tō pāī paisē key|kī rākhī miltī thī .
129In earlier days, rakhis were only a few paisas.
129Brāhmaṇ lōg jākar rākhī bāndhtē thē .
130A brahmin priest used to go and tie rakhis.
130Ājkal tō rākhī bhī kitnī phēśanēbul banātē haĩ .
131Nowadays they make such fashionable rakhis.
131Vāstav mē̃ hai abhī key|kī bāt .
132In fact Rakhi applies to this time.
132Tum bāp sē pratigyā kartē hō - ham kabhī vikār mē̃ nahī̃ jāyēṅgē .
133You promise the Father: I will never indulge in vice again.
133Āp sē viśhva K|kē mālik bannē kā varsā lē̃gē .
134I will claim from You my inheritance of becoming a master of the world.
134Bāp kahē̃gē 63 janm tō viṣhay vaitaraṇī nadī mē̃ gōtē khāyē ab tumkō kṣhīr sāgar mē̃ lē chaltē haĩ .
135The Father says: You have been floundering in the ocean of poison for 63 births. 136I am now taking you to the ocean of milk.
135Sāgar kōī hai nahī̃ .
137There isn't really an ocean like that.
136Bhēṇṭ mē̃ kahā jātā hai .
138It is just said for the sake of comparison.
137Tumkō śhivālay mē̃ lē jātē haĩ .
139I am taking you to Shivalaya (Temple of Shiva).
138Vahā̃ athāh sukh hai .
140There is a lot of happiness there.
139Abhī yah antim janm hai , hē ātmāyē̃ pavitra banō .
141This is now the final birth. 142O souls, become pure!
140Kyā bāp kā kahnā nahī̃ mānē̃gē .
143Will you not listen to the Father?
141Īśhvar tumhārā bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchē vikār mē̃ nahī̃ jāō .
144God, your Father, is telling you: Sweet children, do not indulge in vice.
142Janma-janmāntar K|kē pāp sir par haĩ , vah mujhē yād karnē sē hī bhasma hōṅgē .
145There are burdens of the sins of many births on your heads. 146They can only be burnt away by remembering Me.
143Kalp pahlē bhī tumkō śhikṣhā dī thī .
147You were also given these teachings in the previous cycle.
144Bāp guarantee tab kartē haĩ jab tum yah guarantee kartē hō ki bābā ham āpkō yād kartē rahē̃gē .
148The Father gives you this guarantee only when you give the Father the guarantee that you will continue to remember Him alone.
145Itnā yād kartē rahō jō śharīr kā bhān na rahē .
149Continue to remember Him so much that the consciousness of the body no longer remains.
146Sannyāsiyō̃ mē̃ bhī kōī-kōī tīkhē bahut pakkē brahm gyānī hōtē haĩ , vah bhī aisē baiṭhē-baiṭhē śharīr chhōṛtē haĩ .
150Some of the sannyasis are very staunch, firm ones who have knowledge of the brahm element. 151They too leave their bodies while just sitting somewhere.
147Yahā̃ tumkō tō bāp samjhātē haĩ , pāvan bankar jānā hai .
152Here, the Father explains to you that you have to return home when you have become pure.
148Vah tō apnī mat par chaltē haĩ .
153Those people leave their bodies when they choose.
149Aisē nahī̃ ki vah śharīr chhōṛkar kōī mukti-jīvanmukti mē̃ jātē haĩ . 150Nahī̃ .
154However, it isn't that they go into liberation or liberation-in-life when they leave their bodies; no.
151Ātē phir bhī yahā̃ hī haĩ parantu unkē followers samajhtē haĩ ki vah nirvāṇ gayā .
155They still have to return here, but their followers believe that they have gone to Nirvana.
152Bāp samjhātē haĩ - ēk bhī vāpis nahī̃ jā saktā , kāydā hī nahī̃ .
156The Father explains: Not a single one can return home; it isn't the law.
153Jhāṛ vr̥iddhi kō jarūr pānā hai .
157The tree definitely has to grow.
154Abhī tum saṅgamyug par baiṭhē hō , aur sab manuṣhya haĩ kaliyug mē̃ .
158You are now sitting at the confluence age. 159All other human beings are in the iron age.
155Tum daivī sampradāy ban rahē hō .
160You are becoming part of the deity community.
156Jō tumhārē dharm K|kē hōṅgē vah ātē jāyēṅgē .
161Those who belong to your religion will continue to come.
157Dēvī-dēvatāō̃ kā bhī vahā̃ sijarā hai nā .
162There is the genealogical tree of the deities there.
158Yahā̃ badlī|badalī hōkar aur dharmō̃ mē̃ convert hō gayē haĩ , phir nikal āyēṅgē .
163Here, they have changed or been converted into other religions. 164They will emerge once again.
159Nahī̃ tō vahā̃ jagah kaun bharē̃gē .
165Who else would fill their space there?
160Jarūr vah apnī jagah bharnē phir ā jāyēṅgē .
166They will definitely come back here to fill their own space.
161Yah bahut mahīn bātē̃ haĩ .
167These are very subtle matters.
162Bahut achchhē-achchhē bhī āyēṅgē jō dūsrē dharm mē̃ convert hō gayē haĩ tō phir apnī jagah par ā jāyēṅgē .
168Many very good ones who have been converted into other religions will also come. 169Therefore, they will come back to their own place.
163Tumhārē pās|pass musalmān ādi bhī ātē haĩ nā .
170Even those of Islam come to you. 171There has to be a great deal of caution.
164Baṛī khabardārī rakhnī paṛtī hai , jhaṭ jāñch karē̃gē , yahā̃ dūsrē dharm vālē kaisē jātē haĩ ?
172They (police) will quickly come to investigate how so many of other religions come here.
165Emergency mē̃ tō bahutō̃ kō pakaṛtē haĩ phir paisē milnē sē chhōṛ bhī dētē haĩ .
173When there's a state of emergency,they catch many, but if they are given money, they release them.
166Jō kalp pahlē huā hai , tum abhī dēkh rahē hō .
174You now see what happened a cycle ago.
167Kalp āgē bhī aisā huā thā .
175It happened like that in the previous cycles too.
168Tum abhī manuṣhya sē dēvtā uttam purūṣh bantē hō .
176You are now changing from ordinary human beings into deities, into elevated beings.
169Yah hai sarvōttam brāhmaṇō̃ kā kul .
177This is the most elevated Brahmin clan.
170Is samay bāp aur bachchē rūhānī sēvā par haĩ .
178At this time the Father and the children are on spiritual service.
171Kōī garīb kō dhanvān banānā - yah rūhānī sēvā hai .
179To make a poor person wealthy is spiritual service.
172Bāp kalyāṇ kartē haĩ tō bachchō̃ kō bhī madad karnī chāhiē .
180The Father brings benefit. 181Therefore, you children also have to help.
173Jō bahutō̃ kō rāstā batātē haĩ vah bahut ūñch chaṛh saktē haĩ .
182Those who show the path to many others will climb very high.
174Tum bachchō̃ kō purūṣhārth karnā hai lēkin chintā nahī̃ , kyōṅki tumhārī responsibility bāp kē ūpar hai .
183You children have to make effort, but you must not worry, because the responsibility is on the Father. 184You are inspired to make effort with great force.
175Purūṣhārth jōr sē karāyā jātā hai phir jō phal nikaltā hai , samjhā jātā hai kalp pahlē misal .
185Then, whatever fruit you receive, it is understood that it is the same as you received in the previous cycle.
176Bāp bachchō̃ kō kahtē haĩ - bachchē , phikra mat karō .
186The Father says to you children: Children, don’t worry.
177Sēvā mē̃ mēhnat karō .
187Make effort for doing service.
178Nahī̃ bantē tō kyā karē̃gē !
188What can the Father do if the children don’t become this?
179Is kul kā nahī̃ hōgā tō tum bhal kitnā bhī māthā mārō , kōī cum|kam tumhārā māthā khapāyēṅgē , kōī jāstī .
189If they don’t belong to this clan, then, no matter how hard you try, some will eat your head a great deal and some less.
180Bābā nē kahā hai jab duḥkh bahut ātā jāyēgā tō phir āyēṅgē .
190Baba has said that they will all come when they experience a great deal of sorrow.
181Tumhārā vyarth kuchh nahī̃ jāyēgā .
191Nothing of yours will go to waste.
182Tumhārā kām hai right batānā .
192Your duty is to show the right path.
183Śhivbābā kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
193Shiv Baba says: Remember Me and your sins will be absolved.
184Aisē bahut kahtē haĩ bhagvān jarūr hai . 185Mahābhārat laṛāī K|kē samay bhagvān thā .
194Many say that God definitely does exist, that God also existed at the time of the Mahabharat War.
186Sirph kaun-sā bhagvān thā , usmē̃ mūnjh gayē haĩ .
195However, they have become confused about which God it was at that time.
187Kr̥iṣhṇa tō hō na sakē .
196It couldn’t have been Krishna.
188Kr̥iṣhṇa usī features sē phir satyug mē̃ hī hōgā .
197Krishna can only exist with those same features in the golden age.
189Her|har janm mē̃ features badaltē jātē haĩ .
198The features change in every birth.
190Sr̥iṣhṭi ab badal rahī hai .
199The world is now changing.
191Purānē kō nayā ab bhagvān kaisē banātē haĩ , vah bhī kōī nahī̃ jāntē .
200No one knows how God makes old things new. 201Your name will eventually be glorified.
192Tumhārā ākhir nām nikalēgā .
202Establishment is now taking place.
193Sthāpanā hō rahī hai phir yah rājya karē̃gē , vināśh bhī hōgā .
203Then destruction will take place and you will rule.
194Ēk taraph naī duniyā , ēk taraph purānī duniyā - yah chitra baṛā achchhā hai .
204The picture, showing the new world on one side and the old world on the other side, is very good.
195Kahtē bhī haĩ brahmā dvārā sthāpanā , śhaṅkar dvārā vināśh … parantu samajhtē kuchh nahī̃ .
205It is said: Creation through Brahma, destruction through Shankar, but they don’t understand anything.
196Mukhya chitra hai trimūrti kā .
206The main picture is the Trimurti.
197Ūñch tē ūñch hai śhivbābā .
207The Highest on High is Shiv Baba.
198Tum jāntē hō - śhivbābā brahmā dvārā hamkō yād kī yātrā sikhlā rahē haĩ .
208You know that Shiv Baba is teaching you the pilgrimage of remembrance through Brahma.
199Bābā kō yād karō , yōg akṣhar difficult lagtā hai .
209Remember Baba. 210The word “yoga” feels difficult.
200Yād akṣhar bahut sahaj hai .
211The word “remembrance” is very easy.
201Bābā akṣhar bahut lovely hai .
212The word “Baba” is very lovely.
202Tumkō khud hī lajjā āyēgī - ham ātmāyē̃ bāp kō yād nahī̃ kar saktī haĩ , jinsē viśhva kī bādśhāhī miltī hai !
213You yourselves will feel ashamed that we souls are not able to remember the Father from whom we receive the sovereignty of the world!
203Āpēhī lajjā āyēgī .
214You will each feel yourself ashamed.
204Bāp bhī kahē̃gē tum tō bēsamajh hō , bāp kō yād nahī̃ kar saktē hō tō varsā kaisē pāyēṅgē !
215Even the Father says: You are senseless! 216If you are unable to remember the Father, how would you claim your inheritance?
205Vikarma vināśh kaisē hōṅgē !
217How would you be absolved of your sins?
206Tum ātmā hō maĩ tumhārā parampitā paramātmā avināśhī hū̃ nā .
218You are souls and I am your eternal, Supreme Father, the Supreme Soul.
207Tum chāhtē hō ham pāvan ban sukhdhām mē̃ jāyē̃ tō śhrīmat par chalō .
219If you want to become pure and go to the land of happiness, then follow shrimat.
208Mujh bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
220Remember Me, your Father, and you will be absolved your sins.
209Yād nahī̃ karē̃gē tō vikarma vināśh kaisē hōṅgē !
221If you don’t remember Me, how can be absolved of your sins?
210Achchhā !
222Achcha.
211Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
223To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
212Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
224The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
213Dhārṇā kē liē mukhya sār :
225Essence for dharna:
2141 . her|har prakār sē purūṣhārth karnā hai , phikra ( chintā ) nahī̃ kyōṅki hamārā responsible svayã bāp hai .
226 1. Make effort in every way and don’t worry about anything because the Father Himself is responsible for us.
215Hamārā kuchh bhī vyarth nahī̃ jā saktā .
227Nothing of ours can go to waste.
2162 . bāp samān bahut-bahut sweet bannā hai .
228 2. Become very, very sweet like the Father.
217Anēkō̃ kā kalyāṇ karnā hai .
229Bring benefit to many.
218Is antim janm mē̃ pavitra jarūr bannā hai .
230Definitely become pure in this last birth.
219Dhandhā ādi kartē abhyās karnā hai ki maĩ ātmā hū̃ .
231While doing business etc., practise: I am a soul.
Blessing
220Vardān : her|har kadam mē̃ padamō̃ key|kī kamāī jamā karnē vālē sarv khajānō̃ sē sampann vā tr̥ipt ātmā bhav
232Blessing: May you be filled with all treasures and be satisfied by accumulating an income of multimillions at every step.
221Jō bachchē bāp kī yād mē̃ rahkar her|har kadam uṭhātē haĩ vah kadam-kadam mē̃ padamō̃ key|kī kamāī jamā kartē haĩ .
233 The children who take every step in remembrance of the Father accumulate an income of multimillions at every step.
222Is saṅgam par hī padamō̃ K|kē kamāī kī khān miltī hai .
234It is only at this confluence age that you receive a mine of an income of multimillions.
223Saṅgamyug hai jamā karnē kā yug .
235The confluence age is the age to accumulate.
224Abhī jitnā jamā karnā chāhō utnā kar saktē hō .
236You can accumulate as much as you want now.
225Ēk kadam arthāt ēk second bhī binā jamā K|kē na jāē arthāt vyarth na hō .
237Not even one step, that is, not even one second must go by when you do not accumulate something, that is, it must not go to waste.
226Sadā bhaṇḍārā bharpūr hō .
238Let your treasure-store be constantly full.
227Aprāpta nahī̃ kōī vastu . . . aisē saṅskār hō̃ .
239Let your sanskars be such that nothing is lacking.
228Jab abhī aisī tr̥ipt vā sampann ātmā banē̃gē tab bhaviṣhya mē̃ akhuṭ khajānō̃ K|kē mālik hōṅgē .
240When you become so full and satisfied now, you will then become a master of infinite treasures in the future.
Slogan
229Slōgan : kōī bhī bāt mē̃ upset hōnē kē bajāē knowledgeful key|kī seat par set rahō .
241Slogan: Instead of becoming upset in any situation, remain seated on the seat of being knowledge-full.
242*** Om Shanti ***